मंगलवार 11 फ़रवरी 2025 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
011-02-2025 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 11/02/25 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - tumhē̃ bhagvān paṛhātē haĩ , tumhārē pās|pass haĩ gyān ratna , inhī̃ ratnō̃ kā dhandhā tumhē̃ karnā hai , tum yahā̃ gyān sīkhtē hō , bhakti nahī ' '
1Essence: Sweet children, God is teaching you. 2You have the jewels of this knowledge. 3You have to do business with these jewels. 4You study this knowledge, not devotion, here.
Question
2Praśhna : manuṣhya drama key|kī kis wonderful nūndh kō bhagvān key|kī līlā samajh uskī baṛāī kartē haĩ ?
5Question: Which wonderful aspect that is fixed in the drama do human beings believe to be a divine act of God and praise Him for that?
Answer
3Uttar : jō jismē̃ bhāvnā rakhtē , unhē̃ uskā sākṣhātkār hō jātā hai tō samajhtē haĩ yah bhagvān nē sākṣhātkār karāyā lēkin hōtā tō sab drama anusār hai .
6Answer: When they have a vision of the one they have faith in, they believe that God gave them that vision. 7However, everything happens according to the drama.
4Ēk ōr bhagvān key|kī baṛāī kartē , dūsrī ōr sarvavyāpī kah glāni kar dētē haĩ .
8On the one hand, they praise God and, on the other hand, they say that He is omnipresent and thereby defame Him.
Murli
5Ōm śhānti .
9Om shanti.
6Bhagvānuvāch - bachchō̃ kō yah tō samjhāyā huā hai ki manuṣhya kō vā dēvtā kō bhagvān nahī̃ kahā jātā .
10God speaks. 11It has been explained to you children, that neither human beings nor deities can be God.
7Gātē bhī haĩ brahmā dēvtāē namaḥ , viṣhṇu dēvtāē namaḥ , śhaṅkar dēvtāē namaḥ phir kahā jātā hai śhiv paramātmāē namaḥ .
12They chant: Salutations to the deity Brahma, salutations to the deity Vishnu and salutations to the deity Shankar. 13Then, they say: Salutations to Shiva, the Supreme Soul.
8Yah bhī tum jāntē hō śhiv kō apnā śharīr nahī̃ hai .
14You know that Shiva does not have a body of His own.
9Mūlvatan mē̃ śhivbābā aur sāligrām rahtē haĩ .
15Shiv Baba and the saligrams live in the incorporeal world.
10Bachchē jāntē haĩ ki abhī ham ātmāō̃ kō bāp paṛhā rahē haĩ aur jō bhī satsaṅg haĩ vāstav mē̃ vah kōī sat kā saṅg hai nahī̃ .
16You children also know that the Father is teaching us souls. 17No other gatherings are, in fact, the company (sang) of the Truth (sat).
11Bāp kahtē haĩ vah tō māyā kā saṅg hai .
18The Father says: They are the company of Maya.
12Vahā̃ aisē kōī nahī̃ samajhē̃gē ki hamkō bhagvān paṛhātē haĩ .
19No one there would understand that God is teaching them.
13Gītā bhī sunē̃gē tō śhrīkr̥iṣhṇa bhagvānuvāch samajhē̃gē .
20Even when they listen to the Gita, they consider it to be God Shri Krishna speaking.
14Din-pratidin gītā kā abhyās kam hōtā jātā hai kyōṅki apnē dharm kō hī nahī̃ jāntē .
21Day by day, the study of the Gita continues to decrease because they don’t even know their own religion.
15Śhrīkr̥iṣhṇa kē sāth tō sabhī kā pyār hai , śhrīkr̥iṣhṇa kō hī jhulātē haĩ .
22Everyone loves Shri Krishna; it is Shri Krishna whom they rock in a cradle.
16Ab tum samajhtē hō ham jhulāyē̃ kiskō ?
23You now understand who it is you rock in a cradle.
17Bachchē kō jhulāyā jātā hai , bāp kō tō jhulā na sakē̃ .
24A baby can be rocked, but the Father cannot be rocked.
18Tum śhivbābā kō jhulāyēṅgē ?
25Would you rock Shiv Baba?
19Vah bālak tō bantē nahī̃ , punarjanma mē̃ ātē nahī̃ .
26He doesn’t become a child. 27He does not come into rebirth.
20Vah tō bindu hai , unkō kyā jhulāyēṅgē .
28He is a point. 29How would you rock Him?
21Śhrīkr̥iṣhṇa kā bahutō̃ kō sākṣhātkār hōtā hai .
30Many have visions of Shri Krishna.
22Śhrīkr̥iṣhṇa K|kē mukh mē̃ tō sārī viśhva hai kyōṅki viśhva kā mālik bantē haĩ .
31The whole world is shown in the mouth of Shri Krishna because he becomes the master of the world.
23Tō viśhva rūpī mākhan hai .
32Butter symbolises the world.
24Vō jō āpas mē̃ laṛtē haĩ vah bhī sr̥iṣhṭi rūpī mākhan kē liē laṛtē haĩ .
33Those who fight amongst themselves also fight for the butter in the form of the world.
25Samajhtē haĩ ham jīt pā lē̃ .
34They think that they will gain victory.
26Śhrīkr̥iṣhṇa K|kē mukh mē̃ mākhan kā gōlā dikhātē haĩ , yah bhī anēk prakār K|kē sākṣhātkār hōtē haĩ . 27Parantu arth|earth kuchh bhī nahī̃ samajhtē haĩ .
35A ball of butter is shown in Shri Krishna’s mouth. 36They have various visions, but they don’t understand the meaning of them at all.
28Yahā̃ tumkō sākṣhātkār kā arth|earth samjhāyā jātā hai .
37Here, the meanings of the visions are explained to you.
29Manuṣhya samajhtē haĩ hamkō bhagvān sākṣhātkār karātē haĩ .
38Human beings think that God gave them a vision.
30Yah bhī bāp samjhātē haĩ - jiskō yād kartē haĩ , samjhō kōī śhrīkr̥iṣhṇa key|kī naudhā bhakti kartē haĩ tō alpkāl kē liē unkī manōkāmanā pūrī hōtī hai .
39The Father explains: Whomsoever they remember, for instance, if they do intense worship of Shri Krishna, then their desires are temporarily fulfilled.
31Yah bhī drama mē̃ nūndh hai .
40That is also fixed in the drama.
32Aisē nahī̃ kahē̃gē ki bhagvān nē sākṣhātkār karāyā .
41It would not be said that God granted the vision.
33Jō jis bhāvnā sē jiskī pūjā kartē haĩ unkō vah sākṣhātkār hōtā hai .
42With whatever faith a person worships someone intensely, so he has a vision of that one.
34Yah drama mē̃ nūndh hai .
43That is fixed in the drama.
35Yah tō bhagvān key|kī baṛāī kī hai ki vah sākṣhātkār karātē haĩ .
44The praise of God is that He grants visions.
36Ēk taraph itnī baṛāī bhī kartē , dūsrī taraph phir kah dētē patthar ṭhikkar mē̃ bhagvān hai .
45On the one hand, there is such great praise and, on the other hand, they say that God is in the pebbles and stones.
37Kitnī andhaśhraddhā key|kī bhakti kartē haĩ .
46They carry out devotion with such blind faith.
38Samajhtē haĩ - bas śhrīkr̥iṣhṇa kā sākṣhātkār huā , śhrīkr̥iṣhṇapurī mē̃ ham jarūr jāyēṅgē .
47They think: That’s it. 48I've had a vision of Shri Krishna; I will definitely go to the land of Shri Krishna.
39Parantu śhrīkr̥iṣhṇapurī āyē kahā̃ sē ?
49However, from where did the land of Shri Krishna come?
40Yah sab rāz bāp tum bachchō̃ kō ab samjhātē haĩ .
50The Father now explains all of these secrets to you children.
41Śhrīkr̥iṣhṇapurī key|kī sthāpanā hō rahī hai .
51The land of Shri Krishna is now being established.
42Yah hai kans-purī . 43Kaṅs , akāsur , bakāsur , kumbhakaraṇ , rāvaṇ yah sab asurō̃ K|kē nām haĩ .
52This is the land of Kans (demon – Krishna’s maternal uncle). 53Kansa, Akasur, Bakasur, Kumbhakarna and Ravan are all names of demons.
44Śhāstrō̃ mē̃ kyā-kyā baiṭh likhā hai .
54They have written such things in the scriptures.
45Yah bhī samjhānā hai ki gurū dō prakār K|kē haĩ .
55It also has to be explained that there are two types of guru.
46Ēk haĩ bhakti mārg K|kē gurū , vah bhakti hī sikhlātē haĩ .
56One type of guru belongs to the path of devotion and he only teaches devotion.
47Yah bāp tō hai gyān kā sāgar , inkō satgurū kahā jātā hai .
57This Father, however, is the Ocean of Knowledge. 58He is called the Satguru.
48Yah kabhī bhakti nahī̃ sikhlātē , gyān hī sikhlātē haĩ .
59He never teaches devotion. 60He only teaches this knowledge.
49Manuṣhya tō bhakti mē̃ kitnā khuśh hōtē haĩ , jhāñjh bajātē haĩ , banāras mē̃ tum dēkhē̃gē sab dēvtāō̃ K|kē mandir banā diyē haĩ .
61Human beings become so happy while performing devotion. 62They play tambourines. 63You can see how they have built so many temples to the deities in Benares.
50Yah sab hai bhakti mārg key|kī dukāndārī , bhakti kā dhandhā .
64They are all shopping stalls; it is the business of devotion.
51Tum bachchō̃ kā dhandhā hai gyān ratnō̃ kā , inkō bhī vyāpār kahā jātā hai .
65The business of you children is the jewels of this knowledge. 66This too is called a business.
52Bāp bhī ratnō̃ kā vyāpārī hai .
67The Father is also the Jewel Merchant.
53Tum samajhtē hō yah ratna kaun sē haĩ !
68You understand what jewels these are.
54In bātō̃ kō samajhē̃gē vahī jinhōnnē kalp pahlē samjhā hai , dūsrē samajhē̃gē hī nahī̃ .
69Only those who understood this a cycle ago will understand this now. 70Others will not understand this at all.
55Jō bhī baṛē-baṛē haĩ vah pichhāṛī mē̃ ākar samajhē̃gē .
71All the important people will come and understand at the end.
56Convert bhī huē haĩ nā .
72They too have been converted.
57Ēk rājā janak key|kī kathā sunātē haĩ .
73People narrate a story about King Janak.
58Janak phir anujanak banā .
74Janak then became Anu Janak (He received liberation-in-life in a second).
59Jaisē kōī kā nām śhrīkr̥iṣhṇa hai tō kahē̃gē tum anu daivī śhrīkr̥iṣhṇa banē̃gē .
75If someone’s name is Shri Krishna, you would say: You will become Anu (the first one), divine Shri Krishna.
60Kahā̃ vah sarvguṇ sampann śhrīkr̥iṣhṇa , kahā̃ yah !
76Look where the all-virtuous, complete Shri Krishna is, and then look where this one (Brahma) is.
61Kōī kā lakṣhmī nām hai aur in lakṣhmī-nārāyaṇ kē āgē jākar mahimā gātī hai . 62Yah thōṛēhī samajhtī ki inmē̃ aur hamārē mē̃ phark kyō̃ huā hai ?
77Someone’s name is Lakshmi and she goes in front of the idols of Lakshmi and Narayan and sings their praise, but she doesn’t understand why there is a difference between her and them.
63Abhī tum bachchō̃ kō knowledge milī hai , yah sr̥iṣhṭi chakra kaisē phirtā hai ?
78You children have now received the knowledge of how this world cycle turns.
64Tum hī 84 janma lē̃gē .
79You will definitely take 84 births.
65Yah chakra anēk bār phirtā āyā hai . 66Kabhī band nahī̃ hō saktā .
80This world cycle has continued to turn innumerable times; it can never stop.
67Tum is nāṭak K|kē andar actors hō .
81You are actors in this play.
68Manuṣhya itnā jarūr samajhtē haĩ ki ham is nāṭak mē̃ part bajānē āyē haĩ . 69Bākī drama K|kē ādi-madhy-ant kō nahī̃ jāntē .
82Human beings definitely do understand that they have come to play their parts in this play, but they do not know the beginning, middle and end of this drama.
70Tum bachchē jāntē hō ham ātmāō̃ K|kē rahnē kā sthān parē tē parē hai .
83You children know that the place of residence of us souls is far beyond everything.
71Vahā̃ sūrya-chānd key|kī bhī rōśhnī nahī̃ hai .
84There, the light of the sun and the moon doesn’t even exist.
72Yah sab samajhnē vālē bachchē bhī aksar karkē sādhāraṇ garīb hī bantē haĩ kyōṅki bhārat hī sabsē sāhūkār thā , ab bhārat hī sabsē garīb banā hai .
85The children who understand all of this are usually ordinary and poor. 86This is because Bharat was the wealthiest of all and it is Bharat that has become the poorest of all.
73Sārā khēl bhārat par hai .
87The whole play is about Bharat.
74Bhārat jaisā pāvan khaṇḍ aur kōī hōtā nahī̃ .
88There is no other land as pure as Bharat was.
75Pāvan duniyā mē̃ pāvan khaṇḍ hōtā hai , aur kōī khaṇḍ vahā̃ hōtā hī nahī̃ .
89In the pure world, there is only the pure land; no other land exists there.
76Bābā nē samjhāyā hai yah sārī duniyā ēk bēhad kā island hai . 77Jaisē laṅkā ṭāpū hai .
90Baba has explained that this whole world is an unlimited island, just as Lanka is an island.
78Dikhātē haĩ rāvaṇ laṅkā mē̃ rahtā thā .
91They say that Ravan lived in Lanka (Sri Lanka).
79Abhī tum samajhtē hō rāvaṇ kā rājya tō sārī bēhad key|kī laṅkā par hai .
92You now understand that, in fact, the kingdom of Ravan is over the whole of this unlimited island.
80Yah sārī sr̥iṣhṭi samudra par khaṛī hai . 81Yah ṭāpū hai .
93This whole world is resting on the ocean; it is an island.
82Is par rāvaṇ kā rājya hai .
94Ravan rules over it.
83Yah sab sītāyē̃ rāvaṇ key|kī jēl mē̃ haĩ .
95All of these Sitas are in Ravan's jail.
84Unhōnnē tō had key|kī kathāyē̃ banā dī haĩ .
96They have made up limited stories.
85Hai yah sārī bēhad key|kī bāt .
97All of these aspects are of the unlimited; it is an unlimited drama.
86Bēhad kā nāṭak hai , usmē̃ hī phir chhōṭē-chhōṭē nāṭak baiṭh banāyē haĩ .
98Within this drama, they sat and created small plays.
87Yah bioscope ādi bhī abhī banē haĩ , tō bāp kō bhī samjhānē mē̃ sahaj hōtā hai .
99Those films have been created now, so it is also easy for the Father to explain.
88Bēhad kā sārā drama tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ hai .
100The whole unlimited drama is in the intellects of you children.
89Mūlvatan , sūkṣhmavatan aur kiskī buddhi mē̃ hō na sakē .
101The incorporeal world and the subtle region cannot be in the intellect of anyone.
90Tum jāntē hō ham ātmāyē̃ mūlvatan key|kī rahvāsī haĩ .
102You know that we souls are residents of the incorporeal world.
91Dēvtāyē̃ haĩ sūkṣhmavatan vāsī , unkō phariśhtā bhī kahtē haĩ .
103Those deities are residents of the subtle region; they are also called angels.
92Vahā̃ haḍḍī māns kā piñjṛā hōtā nahī̃ .
104There, no cages (bodies) of flesh and bone exist.
93Yah sūkṣhmavatan kā part bhī thōṛē samay kē liē hai .
105The part of the subtle region is for a short time.
94Abhī tum ātē-jātē hō phir kabhī nahī̃ jāyēṅgē .
106You now continue to go and come back (from the subtle region); then, you will never go there again.
95Tum ātmāyē̃ jab mūlvatan sē ātī hō tō via sūkṣhmavatan nahī̃ ātī hō , sīdhī ātī hō .
107When you souls come down from the original home, you don’t come via the subtle region, you come directly.
96Abhī via sūkṣhmavatan jātī hō .
108You now go back via the subtle region.
97Abhī sūkṣhmavatan kā part hai .
109The subtle region has a part now.
98Yah sab rāz bachchō̃ kō samjhātē haĩ .
110All of these secrets are explained to you children.
99Bāp jāntē haĩ ki ham ātmāō̃ kō samjhā rahē haĩ .
111The Father knows that He is explaining to souls.
100Sādhū-santa ādi kōī bhī in bātō̃ kō nahī̃ jāntē haĩ .
112None of the sages or sannyasis, etc. knows any of these things.
101Vah kabhī aisī bātē̃ kar na sakē̃ .
113They can never speak of these things.
102Bāp hī bachchō̃ sē bāt kartē haĩ .
114The Father speaks to you children.
103Organs bigar tō bāt kar na sakē̃ .
115Without organs, He would not be able to talk.
104Kahtē haĩ maĩ is śharīr kā ādhār lē tum bachchō̃ kō paṛhātā hū̃ .
116He says: I take the support of this body and teach you children.
105Tum ātmāō̃ key|kī dr̥iṣhṭi bhī bāp taraph chalī jātī hai .
117The vision of you souls also goes to the Father.
106Yah haĩ sab naī bātē̃ .
118All of these aspects are new.
107Nirākār bāp , unkā nām hai śhivbābā .
119He is the incorporeal Father. 120His name is Shiv Baba.
108Tum ātmāō̃ kā nām tō ātmā hī hai .
121The name of you souls is soul, anyway.
109Tumhārē śharīr K|kē nām badaltē haĩ .
122The names of your bodies change.
110Manuṣhya kahtē haĩ paramātmā nām-rūp sē nyārā hai , parantu nām tō śhiv kahtē haĩ nā .
123Human beings say that the Supreme Soul is beyond name and form, but they still say that His name is Shiva.
111Śhiv key|kī pūjā bhī kartē haĩ .
124They also worship Him.
112Samajhtē ēk haĩ , kartē dūsrā haĩ .
125They understand one thing but do something else.
113Abhī tum bāp K|kē nām rūp dēśh kāl kō bhī samajh gayē hō .
126You have now also understood the name, form, country and time of the Father.
114Tum jāntē hō kōī bhī chīz nām-rūp K|kē bigar nahī̃ hō saktī hai .
127You know that nothing can exist without a name or form.
115Yah bhī baṛī sūkṣhma samajhnē key|kī bāt hai .
128This too is a very subtle aspect that has to be understood.
116Bāp samjhātē haĩ - gāyan bhī hai second mē̃ jīvanmukti arthāt manuṣhya nar sē nārāyaṇ ban saktē haĩ .
129The Father explains: “Liberation in life in a second” has been remembered. 130It means that an ordinary human being can become Narayan.
117Jabki bāp heavenly god father hai , ham unkē bachchē banē haĩ tō bhī svarg K|kē mālik ṭhaharē .
131Although we have become the children of Heavenly God, the Father, we would still be considered to be the masters of heaven.
118Parantu yah bhī samajhtē nahī̃ haĩ .
132However, they don’t even understand this.
119Bāp kahtē haĩ - bachchē , tumhārī aim object hī yah hai , nar sē nārāyaṇ bannā .
133The Father says: Children, your aim and objective is to become like Narayan from humans.
120Rājyōg hai nā .
134This is Raja Yoga.
121Bahutō̃ kō chaturbhuj kā sākṣhātkār hōtā hai , issē siddha hai viṣhṇupurī K|kē ham mālik bannē vālē haĩ .
135Many of you have a vision of the four-armed image (of Vishnu). 136This proves that they will become the masters of the land of Vishnu.
122Tumkō mālūm hai - svarg mē̃ bhī lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē takht K|kē pichhāṛī viṣhṇu kā chitra rakhtē haĩ arthāt viṣhṇupurī mē̃ inhō̃ kā rājya hai .
137You know that, in heaven too, behind the throne of Lakshmi and Narayan, they see the symbol of Vishnu. 138It means that their reign is in the land of Vishnu.
123Yah lakṣhmī-nārāyaṇ viṣhṇupurī K|kē mālik haĩ .
139That Lakshmi and Narayan are the masters of the land of Vishnu.
124Vah hai śhrīkr̥iṣhṇapurī , yah hai kanspurī .
140That is the land of Shri Krishna; this is the land of Kans.
125Ḍrāmānusār yah bhī nām rakhē huē haĩ .
141These names have been given according to the drama.
126Bāp samjhātē haĩ mērā rūp bahut sūkṣhma hai . 127Kōī bhī jān nahī̃ saktē .
142The Father explains: My form is very subtle; no one can know it.
128Kahtē haĩ ki ātmā ēk star hai parantu phir liṅg banā dētē .
143They say that a soul is a star, but they then create a lingam.
129Nahī̃ tō pūjā kaisē hō .
144Otherwise, how could they perform worship?
130Rūdra yagya rachtē haĩ tō aṅgūṭhē misal sāligrām banātē haĩ .
145When they create a Rudra sacrificial fire, they make saligrams shaped like a thumb (symbol of a soul).
131Dūsrī taraph unkō azab sitārā kahtē haĩ .
146On the other hand, they say that it is a wonderful star.
132Ātmā kō dēkhnē key|kī bahut kōśhiśh kartē haĩ parantu kōī bhī dēkh nahī̃ saktē .
147They make every effort to see a soul, but no one can see one.
133Rāmakr̥iṣhṇa , vivēkānand kā bhī dikhātē haĩ nā , usnē dēkhā ātmā unsē nikal mērē mē̃ samā gaī .
148They also speak about Ramakrishna and Vivekananda who said, “I saw that soul emerge from him (Ramakrishna) and merge into myself”.
134Ab unkō kiskā sākṣhātkār huā hōgā ?
149Now, of whom would he (Vivekananda) have had a vision?
135Ātmā aur paramātmā kā rūp tō ēk hī hai .
150The form of souls and the Supreme Soul is one and the same.
136Bindī dēkhā , samajhtē kuchh nahī̃ .
151A point (of light) was seen. 152They don’t understand anything.
137Ātmā kā sākṣhātkār tō kōī chāhtē nahī̃ . 138Chāhnā rakhtē haĩ ki paramātmā kā sākṣhātkār karē̃ .
153No one wants to have a vision of a soul; they want to have a vision of God.
139Vah baiṭhā thā ki gurū sē paramātmā kā sākṣhātkār karē̃ .
154He (Vivekananda) was sitting with the desire of having a vision of God through the guru.
140Bas , kah diyā jyōti thī vah mērē mē̃ samā gaī .
155He just said: It was a light; it merged into me.
141Ismē̃ hī vah bahut khuśh hō gayā .
156He became happy with just that.
142Samjhā yahī paramātmā kā rūp hai .
157He thought that that was the form of the Supreme Soul.
143Gurū mē̃ bhāvnā rahtī hai , bhagvān K|kē sākṣhātkār key|kī .
158Pure feelings are kept by them for their guru in order to receive a vision of God.
144Samajhtē kuchh nahī̃ . 145Bhalā bhakti mārg mē̃ samjhāyē kaun ?
159They don’t understand anything, but who could explain on the path of devotion?
146Ab bāp baiṭh samjhātē haĩ - jis-jis rūp mē̃ jaisī bhāvnā rakhtē haĩ , jō śhakla dēkhtē haĩ , vah sākṣhātkār hō jātā hai .
160The Father now sits here and explains: In whatever variety of form, to whatever extent you maintain pure feelings for that one, whatever image you look at, that is the vision you would have.
147Jaisē gaṇēśh key|kī bahut pūjā kartē haĩ tō unkā chaitanya rūp mē̃ sākṣhātkār hō jātā hai .
161For example, if someone worships Ganesh a great deal, he would see a vision of him in the living form.
148Nahī̃ tō unkō niśhchay kaisē hō ?
162Otherwise, how would his faith be confirmed?
149Tējōmay rūp dēkh samajhtē haĩ ki hamnē bhagvān kā sākṣhātkār kiyā .
163When they see a form of bright light, they think that they are having a vision of God.
150Usmē̃ hī khuśh hō jātē haĩ .
164They just become happy with that.
151Yah sab hai bhakti mārg , utartī kalā .
165All of that belongs to the path of devotion, the descending stage.
152Pahlā janm achchhā hōtā hai phir kamtī hōtē-hōtē ant ā jātā hai .
166The first birth is good, and then it continues to decrease until it reaches the end.
153Bachchē hī in bātō̃ kō samajhtē haĩ , jinkō kalp pahlē gyān samjhāyā hai unkō hī ab samjhā rahē haĩ .
167Only you children understand these things. 168This knowledge is now being explained to the same ones who had this knowledge explained to them a cycle ago.
154Kalp pahlē vālē hī āyēṅgē , bākī aurō̃ kā tō dharm hī alag hai .
169Only those of a cycle ago will come; the religions of the rest are totally separate.
155Bāp samjhātē haĩ ēk-ēk chitra mē̃ bhagavānu-vāch likh dō .
170The Father explains: Write “God speaks" on each and every picture.
156Baṛā yukti sē samjhānā hōtā hai .
171You need to explain with great wisdom.
157Bhagvānuvāch hai nā - yādav , kaurav aur pāṇḍav kyā karat bhayē , uskā yah chitra hai .
172God asks: What are the Yadavas, the Pandavas and the Kauravas doing? 173This is their picture.
158Pūchhō - tum batāō apnē bāp kō jāntē hō ?
174Say to them: Tell us, do you know the Father?
159Nahī̃ jāntē hō tō gōyā bāp sē prīt nahī̃ hai nā , tō viprīt buddhi ṭhaharē .
175If you don’t know Him, it means that you have no love for the Father which would mean that you are the ones whose intellects have no love.
160Bāp sē prīt nahī̃ tō vināśh hō jāyēṅgē .
176If they have no love for the Father, they will be destroyed.
161Prīt buddhi vijayantī , satyamēv jayatē - inkā arth|earth bhī ṭhīk hai .
177A loving intellect is victorious; the Truth wins. 178The meaning is accurate.
162Bāp kī yād hī nahī̃ tō vijay pā nahī̃ saktē .
179If you have no remembrance of the Father, you cannot gain victory.
163Abhī tum siddh kar batlātē hō - gītā śhiv bhagvān nē sunāī hai .
180Now tell them and prove to them that the Gita was spoken by God Shiva.
164Usnē hī rājyōg sikhāyā , brahmā dvārā .
181Only He taught Raja Yoga, through Brahma.
165Yah tō śhrīkr̥iṣhṇa bhagvān key|kī gītā samajhkar kasam uṭhātē haĩ .
182Here, (In India) they consider it to be God Shri Krishna’s Gita and take the oath on that.
166Unsē pūchhnā chāhiē - śhrīkr̥iṣhṇa kō hājir-nāzir jānnā chāhiē vā bhagvān kō ?
183Ask them: Should you consider Shri Krishna or God to be present here?
167Kahtē haĩ īśhvar kō hājir-nāzir jān sach bōlō .
184They say (witnesses taking the oath): I consider God to be omnipresent and I shall speak the truth.
168Rōlā hō gayā nā .
185There is confusion, is there not?
169Tō kasam bhī jhūṭhā hō jātā .
186The oath becomes false.
170Service karnē vālē bachchō̃ kō gupta naśhā rahnā chāhiē .
187The children who do service should have incognito intoxication.
171Naśhē sē samjhāyēṅgē tō saphaltā hōgī .
188When you explain with intoxication, there will be success.
172Tumhārī yah paṛhāī bhī gupta hai , paṛhānē vālā bhī gupta hai .
189Your study is incognito. 190The One who teaches is also incognito.
173Tum jāntē hō ham naī duniyā mē̃ jākar yah banē̃gē .
191You know that we will go to a new world and become those.
174Naī duniyā sthāpan hōtī hai mahābhārat laṛāī kē bād .
192That new world is established after the Mahabharat War.
175Bachchō̃ kō ab knowledge milī hai . 176Vah bhī number-vār dhāraṇ kartē haĩ .
193You children have now received this knowledge; it is imbibed numberwise.
177Yōg mē̃ bhī number-vār rahtē haĩ .
194You also have yoga numberwise.
178Yah bhī jāñch rakhnī chāhiē - ham kitnā yād mē̃ rahtē haĩ ?
195Each of you should check yourself: How much do I stay in remembrance?
179Bāp kahtē haĩ yah abhī tumhārā purūṣhārth bhaviṣhya 21 janmō̃ kē liē hō jāyēgā .
196The Father says: The results of these efforts that you make now will last for 21 births.
180Abhī fail huē tō kalp-kalpāntar fail hōtē rahē̃gē , ūñch pad nahī̃ pā sakē̃gē .
197If you fail now, you will continue to fail for cycle after cycle; you will not be able to attain a high status.
181Purūṣhārth karnā chāhiē ūñch pad pānē kā .
198You should endeavour to claim a high status.
182Aisē bhī kaī centres par ātē haĩ jō vikār mē̃ jātē rahtē haĩ aur phir centres par ātē rahtē haĩ .
199Some go to a centre but also continue to indulge in vice. 200Such souls continue to go to a centre.
183Samajhtē haĩ īśhvar tō sab dēkhtā hai , jāntā hai .
201They believe that God sees everything and that He knows anyway.
184Ab bāp kō kyā paṛī hai jō yah baiṭh dēkhēgā .
202Now, why would the Father bother to sit and watch that?
185Tum jhūṭh bōlē̃gē , vikarma karē̃gē tō apnā hī nuksān karē̃gē .
203If you lie and carry out vicious acts, you bring about a loss for yourselves.
186Yah tō tum bhī samajhtē hō , kālā mũh kartā hū̃ tō ūñch pad pā nahī̃ sakū̃gā .
204You also understand that if you dirty your face, you can’t claim a high status.
187Sō bāp nē jānā tō bhī bāt tō ēk hī huī .
205Whether the Father knows it or not, it is the same thing.
188Unkō kyā darkār paṛī hai .
206Why should He be concerned?
189Apnī dil khānī chāhiē - maĩ aisā karma karnē sē durgati kō pāūṅgā .
207Your conscience should bite you: By performing such acts, I will attain degradation.
190Bābā kyō̃ batāvē ?
208Why should Baba tell you?
191Hā̃ , drama mē̃ hai tō batlātē bhī haĩ .
209Yes, if it is in the drama, He also tells you.
192Bābā sē chhipānā gōyā apnī satyānāśh karnā hai .
210To hide it from Baba means to destroy the truth in oneself.
193Pāvan bannē kē liē bāp kō yād karnā hai , tumkō yahī phurnā rahnā chāhiē ki ham achchhī rīti paṛhkar ūñch pad pāvē̃ .
211In order to become pure, you have to remember the Father. 212Just be concerned about studying well and attaining a high status.
194Kōī marā vā jiyā , unkā phurnā nahī̃ .
213Don’t be concerned about whether someone lives or dies.
195Phurnā ( phikra ) rakhnā hai ki bāp sē varsā kaisē lēvē̃ ?
214Only be concerned about how to attain the inheritance from the Father.
196Tō kiskō bhī thōṛē mē̃ samjhānā hai .
215Therefore, you have to explain to anyone in brief.
197Achchhā .
216Achcha.
198Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
217To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
199Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
218The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
200Dhārṇā kē liē mukhya sār :
219Essence for dharna:
2011 ) gupta naśhē mē̃ rahkar service karnī hai .
220 1. Remain in incognito intoxication and do service.
202Aisā kōī karma nahī̃ karnā hai jō dil khātī rahē .
221Don’t carry out any act that would make your conscience bite you.
203Apnī jāñch karnī hai ki ham kitnā yād mē̃ rahtē haĩ ?
222Check yourself: How long do I stay in remembrance?
2042 ) sadā yahī phikra rahē ki ham achchhī rīti paṛhkar ūñch pad pāyē̃ .
223 2. Be constantly concerned about studying well and attaining a high status.
205Kōī bhī vikarma karkē , jhūṭh bōlkar apnā nuksān nahī̃ karnā hai .
224Do not cause a loss for yourself by lying or performing any vicious act.
Blessing
206Vardān : manmanābhav K|kē mahāmantra dvārā sarv duḥkhō̃ sē pār rahnē vālē sadā sukh svarūp bhav
225Blessing: May you constantly be an embodiment of happiness and remain beyond all sorrow with the great mantra of “Manmanabhav”.
207Jab kisī bhī prakār kā duḥkh āyē tō mantra lē lō jissē duḥkh bhāg jāyēgā .
226 When any type of sorrow comes, use the great mantra that makes all sorrow run away.
208Svapn mē̃ bhī jarā bhī duḥkh kā anubhav na hō , tan bīmār hō jāē , dhan nīchē ūpar hō jāē , kuchh bhī hō lēkin duḥkh key|kī lahar andar nahī̃ ānī chāhiē .
227Do not let yourself experience the slightest sorrow, even in your dreams. 228Even if your body becomes ill, or there is some fluctuation in money, no matter what happens, do not let any waves of sorrow enter you.
209Jaisē sāgar mē̃ laharē̃ ātī haĩ aur chalī jātī haĩ lēkin jinhē̃ un laharō̃ mē̃ laharānā ātā hai vah usmē̃ sukh kā anubhav kartē haĩ , lahar kō jump dēkar aisē cross kartē haĩ , jaisē khēl kar rahē haĩ .
229Waves come and go in an ocean, but those who know how to surf in these waves experience happiness in that. 230They jump and go through the waves, as though they are playing a game.
210Tō sāgar K|kē bachchē sukh svarūp hō , duḥkh key|kī lahar bhī na āyē .
231So, as you are the children of the Ocean, embodiments of happiness, do not allow waves of sorrow to come.
Slogan
211Slōgan : her|har saṅkalp mē̃ dr̥iṛhtā key|kī viśhēṣhtā kō practical mē̃ lāō tō pratyakṣhatā hō jāyēgī .
232Slogan: Put the speciality of determination into every thought in a practical way and revelation will then take place.
233*** Om Shanti ***
212Avyakt iśhārēḥ ēkāntpriy banō ēktā aur ēkāgratā kō apnāō
234Have love for solitude and imbibe unity and concentration.
213Sva unnati mē̃ , sēvā key|kī unnati mē̃ ēk nē kahā , dūsrē nē hā̃ jī kiyā , aisē sadā ēktā aur dr̥iṛhtā sē baṛhtē chalō .
235In self-progress and progress in service, one says something and the other accepts by saying “Ha ji”. 236Continue to increase unity and determination in this way.
214Jaisē dādiyō̃ key|kī ēktā aur dr̥iṛhtā kā saṅgaṭhan pakkā hai , aisē ādi sēvā K|kē ratnō̃ kā saṅgaṭhan pakkā hō , iskī bahut-bahut āvaśhyaktā hai .
237Just as a gathering of Dadis is strong in their unity and determination, so a gathering of old serviceable jewels should be strong in the same way. 238There is a great need of this.