मंगलवार 18 फ़रवरी 2025 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
018-02-2025 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 18/02/25 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - tumhārī farj-adāī hai ghar-ghar mē̃ bāp kā paigām dēnā , kōī bhī hālat mē̃ yukti rachkar bāp kā parichay harēk kō avaśhya dō ' '
1Essence: Sweet children, it is your duty to give the Father's message to every home. 2Under all circumstances, you must definitely find a way to give everyone the Father's introduction.
Question
2Praśhna : tum bachchō̃ kō kis ēk bāt kā śhauk rahnā chāhiē ?
3Question: In which aspect should you children be interested?
Answer
3Uttar : jō naī-naī points nikaltī haĩ , unkō apnē pās|pass note karnē kā śhauk rahnā chāhiē kyōṅki itnī sab points yād rahnā muśhkil hai .
4Answer: You should be interested in noting down all the new points that emerge because it is difficult to remember all of these points.
4Notes lēkar phir kōī kō samjhānā hai .
5You can use your notes to explain to others.
5Aisē bhī nahī̃ ki likhkar phir copy paṛī rahē .
6However, you shouldn't write down the points and then leave your notebook aside.
6Jō bachchē achchhī rīti samajhtē haĩ unhē̃ notes lēnē kā bahut śhauk rahtā hai .
7The children who understand everything clearly are very interested in taking notes.
Song
7Gīt : lākh jamānē vālē …
8Song: Thousands of people of the world put a lock on your heart!
Murli
8Ōm śhānti .
9Om shanti.
9Mīṭhē-mīṭhē rūhānī bachchō̃ nē gīt sunā .
10You sweetest, spiritual children heard the song.
10Rūhānī bachchē , yah akṣhar ēk bāp hī kah saktē haĩ .
11Only the one Father would say the words, "spiritual children".
11Rūhānī bāp bigar kabhī kōī kiskō rūhānī bachchē kah nahī̃ saktē .
12No one, but the spiritual Father, would ever call you His spiritual children.
12Bachchē jāntē haĩ sab rūhō̃ kā ēk hī bāp hai , ham sab bhāī haĩ .
13You children knows that there is the one Father of all the spirits and that we are all brothers.
13Gātē bhī haĩ brotherhood , phir bhī māyā key|kī pravēśhtā aisī hai jō paramātmā kō sarvavyāpī kah dētē haĩ tō fatherhood hō paṛtā hai .
14People speak of brotherhood, but Maya enters them in such a way that they call the Father omnipresent, which makes it a fatherhood.
14Rāvaṇ rājya purānī duniyā mē̃ hī hōtā hai .
15Ravan’s kingdom exists over the old world.
15Naī duniyā mē̃ rām rājya athavā īśhvarīy rājya kahā jātā hai .
16In the new world, there is Rama’s kingdom which is also called God’s kingdom.
16Yah samajhnē key|kī bātē̃ haĩ .
17These matters have to be understood.
17Dō rājya jarūr haĩ - īśhvarīy rājya aur āsurī rājya .
18There are definitely two kingdoms: God’s kingdom and the devil’s kingdom.
18Naī duniyā aur purānī duniyā .
19There is the new world and there is the old world.
19Naī duniyā jarūr bāp hī rachtē hōṅgē .
20It must surely be the Father who creates the new world.
20Is duniyā mē̃ manuṣhya naī duniyā aur purānī duniyā kō bhī nahī̃ samajhtē haĩ . 21Gōyā kuchh nahī̃ jāntē haĩ .
21People of this world understand nothing about the new world or the old world; they don’t know anything.
22Tum bhī kuchh nahī̃ jāntē thē , bēsamajh thē .
22Previously, you didn’t understand anything either; you were senseless.
23Naī sukh key|kī duniyā kaun sthāpan kartā hai phir purānī duniyā mē̃ duḥkh kyō̃ hōtā hai , svarg sē nark kaisē bantā hai , yah kiskō bhī patā nahī̃ hai .
23Who establishes that new world of happiness? 24Why is there sorrow in this old world? 25How does hell change into heaven? 26No one knows these things.
24In bātō̃ kō tō manuṣhya hī jānē̃gē nā .
27Only human beings can know of these things.
25Dēvtāō̃ K|kē chitra bhī haĩ tō jarūr ādi sanātan dēvī-dēvatāō̃ kā rājya thā .
28There are images of deities and so the original eternal kingdom of deities must surely have existed.
26Is samay nahī̃ hai .
29It doesn’t exist now.
27Yah hai prajā kā prajā par rājya .
30It is now government of the people by the people.
28Bāp bhārat mē̃ hī ātē haĩ .
31The Father only comes in Bharat.
29Manuṣhyō̃ kō yah patā nahī̃ hai ki śhivbābā bhārat mē̃ ākar kyā kartē haĩ .
32The people of Bharat don’t know what Shiv Baba does when He enters Bharat.
30Apnē dharm kō hī bhūl gayē haĩ .
33They have forgotten their own religion.
31Tumkō ab parichay dēnā hai trimūrti aur śhiv bāp kā .
34You now have to give them the introduction of the Trimurti and of Father Shiva.
32Brahmā dēvtā , viṣhṇu dēvtā , śhaṅkar dēvtā kahā jātā hai phir kahtē haĩ śhiv paramātmāē namaḥ tō tum bachchō̃ kō trimūrti śhiv kā hī parichay dēnā hai .
35People say: Deity Brahma, Deity Vishnu and Deity Shankar. 36Then, they say: Salutations to the Supreme Soul Shiva. 37Therefore, you children have to give them the introduction of Trimurti Shiva.
33Aisī-aisī service karnī hai .
38You have to do this service.
34Kōī bhī hālat mē̃ bāp kā parichay sabkō milē tō bāp sē varsā lē lēvē̃ .
39No matter what the circumstances are, when everyone receives the Father's introduction, they can claim their inheritance from the Father.
35Tum jāntē hō ham abhī varsā lē rahē haĩ .
40You know that you are now claiming your inheritance.
36Aur bhī bahutō̃ kō varsā lēnā hai .
41Many more have yet to claim theirs.
37Hamārē ūpar pharj-adāī hai ghar-ghar mē̃ bāp kā paigām dēnē key|kī .
42It is our duty to make sure that every home is given the Father's message.
38Vāstav mē̃ messenger ēk bāp hī hai .
43In fact, only the Father is the Messenger.
39Bāp apnā parichay tumkō dētē haĩ .
44The Father gives you His own introduction.
40Tumkō phir aurō̃ kō bāp kā parichay dēnā hai .
45You then have to give the Father's introduction to others.
41Bāp key|kī knowledge dēnī hai .
46You have to give them the Father's knowledge.
42Mukhya hai trimūrti śhiv , inkā hī coat of arms bhī banāyā hai .
47The main thing is Trimurti Shiva. 48This is our Coat of Arms.
43Government inkā yathārth arth|earth nahī̃ samajhtī hai .
49Government people do not understand the accurate meaning of this.
44Usmē̃ chakra bhī diyā hai charkhē misal aur usmē̃ phir likhā hai satya mēv jayatē .
50They show the cycle as a spinning wheel: on it is written, "Truth Brings Victory".
45Inkā arth|earth tō nikaltā nahī̃ .
51There is no meaning to those words.
46Yah tō saṅskr̥it akṣhar hai .
52They are Sanskrit words.
47Ab bāp tō hai hī truth .
53The Father is the Truth.
48Vah jō samjhātē haĩ ussē tumhārī vijay hōtī hai sārē viśhva par .
54You gain victory over the whole world with the true explanation that He gives you.
49Bāp kahtē haĩ maĩ sach kahtā hū̃ tum is paṛhāī sē sach-sach nārāyaṇ ban saktē hō .
55The Father says: I am telling you the truth when I say that you can truly become true Narayan through this study.
50Vō lōg kyā-kyā arth|earth nikāltē haĩ .
56Those people extract so many different meanings.
51Vah bhī unsē pūchhnā chāhiē .
57You should ask them the meaning of this as well.
52Bābā tō anēk prakār sē samjhātē haĩ .
58Baba explains in many different ways.
53Jahā̃-jahā̃ mēlā lagtā hai vahā̃ nadiyō̃ par bhī jākar samjhāō . 54Patit-pāvan gaṅgā tō hō nahī̃ saktī .
59Whenever a gathering is being held on the banks of a river, you should go and explain that the Ganges cannot be the Purifier.
55Nadiyā̃ sāgar sē nikalī haĩ .
60Rivers emerge from oceans.
56Vah hai pānī kā sāgar . 57Unsē pānī key|kī nadiyā̃ nikaltī haĩ .
61Rivers of water emerge from oceans of water.
58Gyān sāgar sē gyān key|kī nadiyā̃ nikalēgī .
62Rivers of this knowledge emerge from the Ocean of Knowledge.
59Tum mātāō̃ mē̃ ab gyān hai , gaūmukh par jātē haĩ , unkē mukh sē pānī nikaltā hai , samajhtē haĩ yah gaṅgā kā jal hai .
63You mothers now have this knowledge. 64Go to a gaumukh where water emerges from that mouth. 65They believe that that is the water of the Ganges.
60Itnē paṛhē-likhē manuṣhya samajhtē nahī̃ ki yahā̃ gaṅgā jal kahā̃ sē nikalēgā .
66Even people who are very educated are not able to understand how the water of the Ganges cannot emerge from there.
61Śhāstrō̃ mē̃ hai ki bāṇ mārā aur gaṅgā nikal āī .
67It says in the scripture that the water of the Ganges emerged where the arrow landed.
62Ab yah tō haĩ gyān key|kī bātē̃ .
68These aspects are of this knowledge.
63Aisē nahī̃ ki arjun nē bāṇ mārā aur gaṅgā nikal āī .
69It isn't that Arjuna shot an arrow and that the water of the Ganges emerged where it landed.
64Kitnā dūr-dūr tīrthō̃ par jātē haĩ .
70People go very far on pilgrimages.
65Kahtē haĩ śhaṅkar key|kī jaṭāō̃ sē gaṅgā nikalī , jismē̃ snān karnē sē manuṣhya sē parī ban jātē haĩ .
71It is said that the Ganges emerged through the locks of Shankar. 72It is said too that humans can change into angels by bathing in that water.
66Manuṣhya sē dēvtā ban jātē , yah bhī parī misal haĩ nā .
73To change from an ordinary human into a deity is like changing into an angel.
67Ab tum bachchō̃ kō bāp kā hī parichay dēnā hai isliē bābā nē yah chitra banavāyē haĩ .
74You children must now give everyone the Father's introduction. 75This is why Baba has had these pictures made.
68Trimūrti śhiv K|kē chitra mē̃ sārī knowledge hai .
76All of this knowledge is in the picture of Trimurti Shiva.
69Sirph unhō̃ K|kē trimūrti K|kē chitra mē̃ knowledge dēnē vālē ( śhiv ) kā chitra nahī̃ hai . 70Knowledge lēnē vālē kā chitra hai .
77In their picture of the Trimurti, they don’t have the One who gave this knowledge (Shiva); there are only images of those who received the knowledge.
71Abhī tum trimūrti śhiv K|kē chitra par samjhātē hō .
78You can now explain to them using the picture of Trimurti Shiva.
72Ūpar hai knowledge dēnē vālā .
79At the top is the image of the One who gives this knowledge.
73Brahmā kō unsē knowledge miltī hai jō phir phailātē haĩ .
80Brahma receives this knowledge from Him and he then spreads this knowledge.
74Iskō kahā jātā hai īśhvar K|kē dharm K|kē sthāpanā key|kī machinery .
81This is called the machinery for establishing God's religion.
75Yah dēvī-dēvtā dharm bahut sukh dēnē vālā hai .
82This deity religion gives a great deal of happiness.
76Tum bachchō̃ kō apnē satya dharm key|kī pahchān milī hai .
83You children have recognised your true religion.
77Tum jāntē hō hamkō bhagvān paṛhātē haĩ .
84You know that God is teaching you.
78Tum kitnā khuśh hōtē hō .
85You become so happy because the One who is teaching you is God Himself.
79Bāp kahtē haĩ tum bachchō̃ key|kī khuśhī kā pārāvār nahī̃ hōnā chāhiē kyōṅki tumhē̃ paṛhānē vālā svayã bhagvān hai , bhagvān tō nirākār śhiv hai , na ki śhrī kr̥iṣhṇa .
86The Father says: there should be no limit to the happiness of you children. 87God is incorporeal Shiva and not Shri Krishna.
80Bāp baiṭh samjhātē haĩ sarv kā sadgati dātā ēk hai .
88The Father sits here and explains that the Bestower of Salvation for all is only the One.
81Sadgati satyug kō kahā jātā hai , durgati kaliyug kō kahā jātā hai .
89The golden age is called salvation and the iron age is called degradation.
82Naī duniyā kō naī , purānī kō purānī hī kahē̃gē .
90The new world is called new and the old world is called old.
83Manuṣhya samajhtē haĩ abhī duniyā kō purānā hōnē mē̃ 40 hazār varṣh chāhiē .
91People believe that there are still forty thousand years left before the world becomes old.
84Kitnā mūnjh paṛē haĩ .
92Everyone has become so confused.
85Sivāē bāp K|kē in bātō̃ kō kōī samjhā na sakē .
93No one, except the Father, can explain these things.
86Bābā kahtē haĩ maĩ tum bachchō̃ kō rājya-bhāgya dē bākī sabkō ghar lē jātā hū̃ , jō mērī mat par chaltē haĩ vah dēvtā ban jātē haĩ .
94Baba says: I give you children your fortune of the kingdom and take everyone else back home. 95Those who follow My directions then become deities.
87In bātō̃ kō tum bachchē hī jāntē hō , nayā kōī kyā samajhēgā .
96Only you children know about these things. 97What would new ones understand?
88Tum māliyō̃ kā kartavya hai bagīchā lagākar taiyār karnā .
98It is the task of you gardeners to prepare the garden and make it ready.
89Bāgvān tō direction dētē haĩ .
99The Master of the Garden continues to give you directions.
90Aisē nahī̃ bābā kōī nayō̃ sē milkar gyān dēgā .
100It isn't that Baba would meet a new person and give him this knowledge.
91Yah kām māliyō̃ kā hai .
101That is the task of you gardeners.
92Samjhō , bābā kalkattē mē̃ jāyē tō bachchē samajhē̃gē ham apnē officer kō , phalānē mitr kō bābā kē pās lē jāyē̃ .
102For instance, when Baba goes to Calcutta, children there think that they will invite their officers and friends to come to Baba.
93Bābā kahē̃gē , vah tō samajhē̃gē kuchh bhī nahī̃ .
103Baba says: They won't understand anything.
94Jaisē buddhū kō sāmnē lē ākar biṭhāyēṅgē isliē bābā kahtē haĩ nayē kō kabhī bābā K|kē sāmnē lēkar na āō .
104It is as though you bring buddhus in front of Baba. 105This is why Baba says: Never bring new ones in front of Baba.
95Yah tō tum māliyō̃ kā kām hai , na ki bāgvān kā .
106It is the task of you gardeners, not the Owner of the Garden, to explain.
96Mālī kā kām hai bagīchē kō lagānā .
107The task of a gardener is to prepare a garden.
97Bāp tō direction dētē haĩ - aisē-aisē karō isliē bābā kabhī nayē sē miltā nahī̃ hai .
108The Father continues to give you directions about what you should do. 109This is why Baba never meets new children.
98Parantu kahā̃ mēhmān hōkar ghar mē̃ ātē haĩ tō kahtē haĩ darśhan karē̃ . 99Āp hamkō kyō̃ nahī̃ milnē dētē hō ?
110However, sometimes, they have guests at home who want to have a glimpse and ask: Why don't you let us meet Baba?
100Śhaṅkarāchārya ādi pās|pass kitnē jātē haĩ .
111So many people go to Shankaracharya etc.
101Ājkal śhaṅkarāchārya kā baṛā martabā hai .
112Shankaracharya has a great status now.
102Paṛhē likhē haĩ , phir bhī janm tō vikār sē hī lētē haĩ nā .
113He is well educated but, nevertheless, he was born through vice.
103Trustee lōg gaddī par kōī kō bhī biṭhā dētē haĩ .
114Trustees (of temples) make anyone sit on the gaddi (seat of status).
104Sabkī mat apnī-apnī hai .
115Each one has his own opinion.
105Bāp khud ākar bachchō̃ kō apnā parichay dētē haĩ ki maĩ kalp-kalp is purānē tan mē̃ ātā hū̃ .
116The Father comes and He Himself gives you children His introduction. 117I enter this old body every cycle.
106Yah bhī apnē janmō̃ kō nahī̃ jāntē haĩ .
118This one didn't know his births.
107Śhāstrō̃ mē̃ tō kalp key|kī āyu hī lākhō̃ varṣh lagā dī hai .
119It says in the scriptures that the duration of each cycle is hundreds of thousands of years.
108Manuṣhya tō itnē janma lē nahī̃ saktē haĩ phir jānvar ādi key|kī bhī yōniyā̃ milākar 84 lākh banā dī haĩ .
120Human beings cannot take so many births. 121They have then said that you also take birth in animal species etc. and they have increased the number to 8.4 million species.
109Manuṣhya tō jō suntē haĩ sab sat-sat kartē rahtē haĩ .
122Whatever people hear, they continue to nod and say: It is true.
110Śhāstrō̃ mē̃ tō sab haĩ bhaktimārg key|kī bātē̃ .
123Everything in the scriptures belongs to the path of devotion.
111Kalkattē mē̃ dēviyō̃ key|kī bahut śhōbhāvān , sundar mūrtiyā̃ banātē haĩ , sajātē haĩ . 112Phir unkō ḍubō dētē haĩ .
124In Calcutta, they make beautiful images of the deities; they decorate them beautifully and then they sink them.
113Yah bhī guṛiyō̃ kī pūjā karnē vālē babies hī ṭhaharē .
125It is as though they have become as senseless as babies.
114Bilkul innocent .
126They are absolutely innocent.
115Tum jāntē hō yah hai nark . 116Svarg mē̃ tō athāh sukh thē .
127You know that this is hell and that there is limitless happiness in heaven.
117Abhī bhī kōī martā hai tō kahtē haĩ phalānā svarg padhārā tō jarūr kōī samay svarg thā , ab nahī̃ hai .
128Even now, when someone dies, people say that so-and-so has gone to heaven. 129Therefore, heaven must surely have existed at some time, but not now.
118Nark kē bād phir jarūr svarg āyēgā .
130Heaven would surely come after hell.
119In bātō̃ kō bhī tum jāntē hō . 120Manuṣhya tō riñchak bhī nahī̃ jāntē .
131You know about all of these things, whereas other people don't even know a little.
121Tō nayā kōī bābā K|kē sāmnē baiṭh kyā karē̃gē isliē mālī chāhiē jō pūrī parvariśh karē .
132So, what would new ones do sitting in front of Baba? 133Therefore, gardeners are needed who can look after them well.
122Yahā̃ tō mālī bhī ḍhēr K|kē ḍhēr chāhiē .
134Many gardeners are needed here.
123Medical college mē̃ kōī nayā jākar baiṭhē tō samajhēgā kuchh bhī nahī̃ .
135When a new student goes and sits in a medical college, he doesn't understand anything.
124Yah knowledge bhī hai naī .
136This knowledge is also new.
125Bāp kahtē haĩ maĩ āyā hū̃ sabkō pāvan banānē .
137The Father says: I have come to purify everyone.
126Mujhē yād karō tō pāvan ban jāyēṅgē .
138Remember Me and you will become pure.
127Is samay sab haĩ tamōpradhān ātmāyē̃ , tab tō kah dētē ātmā sō paramātmā , sabmē̃ paramātmā hai . 128Tō bāp thōṛēhī baiṭh aisō̃ sē māthā mārēgā .
139At present, all souls are tamopradhan. 140This is why they say that each soul is also the Supreme Soul. 141If the Supreme Soul were to be in everyone, the Father wouldn't sit and beat His head with such people.
129Yah tō tum māliyō̃ kā kām hai - kāṇṭō̃ kō fool|phūl banānā .
142It is the task of you gardeners to change thorns into flowers.
130Tum jāntē hō bhakti hai rāt , gyān hai din .
143You know that devotion is the night and that this knowledge is the day.
131Gāyā bhī jātā hai brahmā kā din , brahmā kī rāt .
144“The day of Brahma and the night of Brahma” has been remembered.
132Prajāpitā brahmā K|kē tō jarūr bachchē bhī hōṅgē nā .
145Prajapita Brahma would surely have many children.
133Kōī kō itnā bhī akla nahī̃ jō pūchhē ki itnē brahmākumār-kumāriyā̃ haĩ , inkā brahmā kaun hai ?
146None of them even has the wisdom to ask who the Brahma of so many Brahma Kumars and Brahma Kumaris is.
134Arē prajāpitā brahmā tō maśhhūr hai , un dvārā hī brāhmaṇ dharm sthāpan hōtā hai .
147Prajapita Brahma is very well known and it is through him that the Brahmin religion is established.
135Kahtē bhī haĩ brahmā dēvtāē namaḥ .
148People say: Salutations to the deity Brahma.
136Bāp tum bachchō̃ kō brāhmaṇ banāyē phir dēvtā banātē haĩ .
149The Father makes you children into Brahmins and then into deities.
137Jō naī-naī points nikaltī haĩ , unkō apnē pās|pass note karnē kā śhauk bachchō̃ mē̃ rahnā chāhiē .
150You children should be interested in noting down of all these new points that emerge.
138Jō bachchē achchhī rīti samajhtē haĩ unhē̃ notes lēnē kā bahut śhauk rahtā hai .
151The children who understand these things well would be very keen to take notes.
139Notes lēnā achchhā hai , kyōṅki itnī sab points yād rahnā muśhkil hai .
152It is good to take notes, because it is difficult to remember all of these points.
140Notes lēkar phir kōī kō samjhānā hai .
153Take notes and then explain to anyone who comes.
141Aisē nahī̃ ki likhkar phir copy paṛī rahē . 142Naī-naī points miltī rahtī haĩ tō purānī points key|kī kāpiyā̃ paṛī rahtī hai .
154It shouldn't be that you take notes and that you then leave your book aside, that when you are given new points, you put your copies of old notebook aside.
143School mē̃ bhī paṛhtē jāyēṅgē , pahlē darjē vālī kitāb paṛī rahtī hai .
155When you study at school and you make progress, you still keep the books of your earlier studies.
144Jab tum samjhātē hō tō pichhāṛī mē̃ yah samjhāō ki manmanābhav .
156Here, you first of all explain these things. 157Then, at the end, you say: Manmanabhav!
145Bāp kō aur sr̥iṣhṭi chakra kō yād karō .
158Remember the Father and the world cycle.
146Mukhya bāt hai māmēkam yād karō , iskō hī yōg agni kahā jātā hai .
159This is the main thing. 160Constantly remember Me alone. 161This is called the fire of yoga.
147Bhagvān hai gyān kā sāgar . 148Manuṣhya haĩ śhāstrō̃ kā sāgar .
162God is the Ocean of Knowledge, whereas human beings are oceans of scriptures.
149Bāp kōī śhāstra nahī̃ sunātē haĩ , vah bhī śhāstra sunāyē tō bākī bhagvān aur manuṣhya mē̃ fark kyā rahā ?
163The Father doesn't relate any scriptures. 164If He too were to relate the scriptures, what would be the difference between human beings and God?
150Bāp kahtē haĩ in bhakti mārg K|kē śhāstrō̃ kā sār maĩ tumkō samjhātā hū̃ .
165The Father says: I tell you the essence of the scriptures of the path of devotion.
151Vah murlī bajānē vālē sarp kō pakaṛtē haĩ tō uskē dānt nikāl dētē haĩ .
166People first play a flute to snakes and then catch hold of them and remove their poison.
152Bāp bhī viṣh pilānā tumsē chhuṛā dētē haĩ .
167The Father too makes you stop drinking poison.
153Isī viṣh sē hī manuṣhya patit banē haĩ .
168Human beings have become impure with that poison.
154Bāp kahtē haĩ inkō chhōṛō phir bhī chhōṛtē nahī̃ haĩ .
169The Father says: Renounce all of that. 170Nevertheless, they don't renounce it.
155Bāp gōrā banātē haĩ phir bhī girkar kālā mũh kar dētē haĩ .
171The Father makes you beautiful but, in spite of that, some fall and dirty their faces.
156Bāp āyē haĩ tum bachchō̃ kō gyān chitā par biṭhānē .
172The Father has come to make you children sit on the pyre of this knowledge.
157Gyān chitā par baiṭhnē sē tum viśhva K|kē mālik , jagat jīt ban jātē hō .
173By sitting on the pyre of this knowledge, you become the masters of the world, the conquerors of the world.
158Achchhā !
174Achcha.
159Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
175To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
160Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
176The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
161Dhārṇā kē liē mukhya sār :
177Essence for dharna:
1621 ) sadā khuśhī rahē ki ham sat dharm key|kī sthāpanā kē nimitt haĩ . 163Svayã bhagvān hamē̃ paṛhātē haĩ .
178 1. Constantly have the happiness that you are the instruments who are establishing the true religion and that God Himself is teaching you.
164Hamārā dēvī-dēvtā dharm bahut sukh dēnē vālā hai .
179Our deity religion is one that gives a great deal of happiness.
1652 ) mālī ban kāṇṭō̃ kō fool|phūl banānē key|kī sēvā karnī hai .
180 2. You have to become gardeners and do the service of changing thorns into flowers.
166Pūrī parvariśh kar phir bāp K|kē sāmnē lānā hai .
181Before you bring them in front of the Father, you must first prepare them well.
167Mēhnat karnī hai .
182You have to make this effort.
Blessing
168Vardān : purānī dēh aur duniyā kō bhūlnē vālē bāpdādā K|kē diltakhtanaśhīn bhav
183Blessing: May you forget your old bodies and the old world and become seated on BapDada’s heart throne.
169Saṅgamyugī śhrēṣhṭh ātmāō̃ kā sthān hai hī bāpdādā kā diltakhta .
184 The place for the confluence-aged, elevated souls to sit is BapDada’s heart throne.
170Aisā takht sārē kalp mē̃ nahī̃ mil saktā .
185You cannot have such a throne at any other time in the whole cycle.
171Viśhva K|kē rājya kā vā state K|kē rājya kā takht tō miltā rahēgā lēkin yah takht nahī̃ milēgā - yah itnā viśhāl takht hai jō chalō , phirō , khāō-sōō lēkin sadā takhtnaśhīn rah saktē hō .
186You will continue to receive thrones in the kingdom of the world or the kingdom of a state, but you will not have this throne. 187This is such a huge throne that even when you walk, tour around, eat and sleep, you are constantly seated on this throne.
172Jō bachchē sadā bāpdādā K|kē diltakhtanaśhīn rahtē haĩ vē|way is purānī dēh vā dēh key|kī duniyā sē vismr̥it rahtē haĩ , isē dēkhtē huē bhī nahī̃ dēkhtē .
188The children who are always seated on BapDada’s heart throne forget their old bodies and the old world. 189They see them but do not see them.
Slogan
173Slōgan : had K|kē nām , mān , śhān kē pīchhē dauṛ lagānā arthāt parchhāī kē pīchhē paṛnā .
190Slogan: To chase after some limited name, fame or honour means to chase your shadow.
191*** Om Shanti ***
174Avyakt iśhārē : ēkāntpriy banō ēktā aur ēkāgratā kō apnāō
192Have love for solitude and imbibe unity and concentration.
175Jaisē kōī bhī naī invention underground jānē sē kar saktē haĩ . 176Vaisē āp bhī jitnā underground arthāt antarmukhī rahē̃gē utnā naī-naī invention vā yōjnāyē̃ nikāl sakē̃gē .
193Just as a new invention is created underground, in the same way, the more you remain underground, that is, the more introverted you remain, the more you will be able to create new inventions.
177Underground rahnē sē ēk tō vāyumaṇḍal sē bachāv hō jāyēgā , dūsrā ēkānt prāpt hōnē K|kē kāraṇ manan śhakti bhī baṛhēgī .
194By remaining underground, you will be protected from the atmosphere. 195Secondly, by being in solitude, your churning power will increase.
178Tīsrā kōī bhī māyā K|kē vighnō̃ sē safety kā sādhan ban jātā hai .
196Thirdly, being in solitude becomes a means of safety against the obstacles of Maya.