रविवार 2 मार्च 2025 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
002-03-25 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' revise 15-10-04 madhuban
0 02/03/25 Madhuban Avyakt BapDada Om Shanti 15/10/2004
1 « ēk kō pratyakṣha karnē kē liē ēkras sthiti banāō , svamān mē̃ rahō , sabkō sammān dō ' '
1In order to reveal the One, make your stage constant and stable. 2Stay in your self-respect and give respect to everyone.
2Āj bāpdādā har ēk bachchē K|kē mastak mē̃ tīn bhāgya K|kē sitārē chamaktē huē dēkh rahē haĩ .
3Today, BapDada is seeing three stars of fortune sparkling on the forehead of each child.
3Ēk paramātma pālnā kā bhāgya , paramātma paṛhāī kā bhāgya , paramātma vardānō̃ kā bhāgya .
4The first is the fortune of God's sustenance, the second is the fortune of God's study and the third is the fortune of God's blessings.
4Aisē tīn sitārē sabhī K|kē mastak bīch dēkh rahē haĩ .
5In this way, He is seeing the three stars in the centre of each one's forehead.
5Āp bhī apnē bhāgya K|kē chamaktē huē sitārō̃ kō dēkh rahē hō ?
6Do you also see the sparkling stars of your fortune?
6Dikhāī dētē haĩ ?
7Can you see them?
7Aisē śhrēṣhṭh bhāgya K|kē sitārē sārē viśhva mē̃ aur kisī K|kē bhī mastak mē̃ chamaktē huē nahī̃ nazar āyēṅgē .
8You would not be able to see the stars of such elevated fortune sparkling on the forehead of anyone else in the world.
8Yah bhāgya K|kē sitārē tō sabhī K|kē mastak mē̃ chamak rahē haĩ , lēkin chamak mē̃ kahā̃-kahā̃ antar dikhāī dē rahā hai .
9These stars of fortune are sparkling on the forehead of all of you. 10However, in some cases, there is a difference in their sparkle.
9Kōī key|kī chamak bahut śhaktiśhālī hai , kōī key|kī chamak madhyam hai .
11The sparkle of some is very powerful, and the sparkle of others is mediocre.
10Bhāgya vidhātā nē bhāgya sabhī bachchō̃ kō ēk samān diyā hai .
12The Bestower of Fortune has given all of you children equal fortune.
11Kōī kō special nahī̃ diyā hai .
13He hasn't given anything special to anyone.
12Pālnā bhī ēk jaisī , paṛhāī bhī ēk sāth , vardān bhī ēk hī jaisā sabkō milā hai .
14The sustenance is the same, all of you are studying together and you have all received the same blessing.
13Sārē viśhva K|kē kōnē-kōnē mē̃ paṛhāī sadā ēk hī hōtī hai .
15In all the corners of the world, there is the same study everywhere.
14Yah kamāl hai jō ēk hī murlī , ēk hī date aur amr̥itvēlē kā samay bhī apnē-apnē dēśh K|kē hisāb sē hōtē bhī hai ēk hī , vardān bhī ēk hī hai .
16It is a wonder that it is the same murli of the same date, and that the time of amrit vela, according to each one's country, is also the same. 17The blessing you receive is also the same.
15Slōgan bhī ēk hī hai .
18The slogan is also the same.
16Fark hōtā hai kyā ?
19Is there a difference?
17America aur london mē̃ fark hōtā hai ?
20Is there a difference in this between America and London?
18Nahī̃ hōtā hai .
21There isn't.
19Tō antar kyō̃ ?
22So, why is there a difference?
20Amr̥itvēlē key|kī pālnā chārō̃ ōr bāpdādā ēk hī kartē haĩ .
23BapDada gives the same sustenance to everyone at amrit vela.
21Nirantar yād kī vidhi bhī sabkō ēk hī miltī hai , phir number-vār kyō̃ ?
24Everyone receives the same method of having constant remembrance. 25So, why is it numberwise?
22Vidhi ēk aur siddhi key|kī prāpti mē̃ antar kyō̃ ?
26If the method is the same, why is there a difference in the attainment of success?
23Bāpdādā kā chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ sē pyār bhī ēk jaisā hī hai .
27BapDada has equal love for all the children everywhere.
24Bāpdādā K|kē pyār mē̃ chāhē puruṣhārth pramāṇ number mē̃ last number bhī hō lēkin bāpdādā kā pyār last number mē̃ bhī vahī hai .
28Even if someone is in the last number according to his efforts, BapDada still has the same love for even the last one.
25Aur hī pyār kē sāth last number mē̃ rahm bhī hai ki yah last bhī fast , first hō jāē .
29In fact, as well as love, He also has mercy for the last number, that this one who is last should go fast and come first.
26Āp sabhī jō dūr-dūr sē pahuñchē hō , kaisē pahuñchē hō ?
30How have all of you, who have come from so far away, reached here?
27Paramātma pyār khīñch K|kē lāyā hai nā !
31God's love has pulled you here, has it not?
28Pyār key|kī ḍōrī mē̃ khīñch K|kē ā gayē .
32You came here having been pulled by the string of this love.
29Tō bāpdādā kā sabsē pyār hai .
33So, BapDada has love for everyone.
30Aisē samajhtē hō yā question uṭhtā hai ki mērē sē pyār hai yā cum|kam hai ?
34Do you believe this, or do you have a question as to whether Baba has love for you or whether He has less love?
31Bāpdādā kā pyār har ēk bachchē sē ēk dō sē jyādā hai . 32Aur yah paramātma pyār hī sab bachchō̃ key|kī viśhēṣh pālnā kā ādhār hai .
35BapDada's love for every child is greater than that for the next and this love from God is the basis of the special sustenance of you children.
33Har ēk kyā samajhtē haĩ - mērā pyār bāp sē jyādā hai ki dūsrē kā pyār jyādā hai , mērā cum|kam hai ?
36What does each one of you think? 37That your love for the Father is greater or that the love of someone else is greater and that yours is less?
34Aisē samajhtē haĩ ?
38Do you think in this way?
35Aisē samajhtē hō nā ki mērā pyār hai ?
39You believe that your love for Baba is greater, do you not?
36Mērā pyār hai , hai nā aisē ?
40It is like this, is it not?
37Pāṇḍav aisē hai ?
41Pandavas?
38Har ēk kahēgā « mērā bābā ' ' , yah nahī̃ kahēgā centre incharge kā bābā , dādī kā bābā , jānkī dādī kā bābā , kahē̃gē ?
42Each one of you would say, "My Baba!" 43You wouldn't say that He is the Baba of the centre-in-charge, that He is the Baba of Dadi or the Baba of Dadi Janki. 44Would you say this?
39Nahī̃ .
45No!
40Mērā bābā kahē̃gē .
46You would say, "My Baba!"
41Jab mērā kah diyā aur bāp nē bhī mērā kah diyā , bas ēk mērā śhabda mē̃ hī bachchē bāp K|kē ban gayē aur bāp bachchō̃ kā ban gayā .
47Since you said "Mine" and the Father also said "Mine", then through just this one word, "mine", the children belong to the Father and the Father belongs to the children.
42Mēhnat lagī kyā ?
48Did this take any effort?
43Mēhnat lagī ?
49Did it take any effort?
44Thōṛī-thōṛī ?
50A little bit, perhaps?
45Nahī̃ lagī ?
51No?
46Kabhī-kabhī tō lagtī hai ?
52Do you sometimes find it an effort?
47Nahī̃ lagtī ?
53You don't find it an effort?
48Lagtī hai .
54You do.
49Phir mēhnat lagtī hai tō kyā kartē hō ?
55So what do you do when you find it takes effort?
50Thak jātē hō ?
56Do you get tired?
51Dil sē , muhabbat sē kahō « mērā bābā ' ' , tō mēhnat muhabbat mē̃ badal jāyēgī .
57Say from your heart with love, "My Baba", and effort will change into love.
52Mērā bābā kahnē sē hī bāp kē pās āvāj pahuñch jātā hai aur bāp extra madad dētē haĩ .
58As soon as you say, "My Baba", that sound reaches Baba, and the Father gives extra help.
53Lēkin hai dil kā saudā , jabān kā saudā nahī̃ hai .
59However, it is a deal of the heart. 60It is not a deal of words.
54Dil kā saudā hai .
61It is a deal made with the heart.
55Tō dil kā saudā karnē mē̃ hōśhiyār hō nā ?
62So, you are clever at making a deal with your heart, are you not?
56Ātā hai nā ?
63Do you know how to make a deal?
57Pīchhē vālō̃ kō ātā hai ?
64Do those sitting at the back know how to make a deal?
58Tabhī tō pahuñchē hō .
65This is why you have reached here.
59Lēkin sabsē dūrdēśhī kaun ?
66However, who resides the furthest away?
60America ?
67(Those from) America?
61America vālē dūrdēśhī vālē haĩ yā bāp dūrdēśhī hai ?
68Are those from America the furthest away or is the Father the furthest away?
62America tō is duniyā mē̃ hai .
69America is in this world.
63Bāp tō dūsrī duniyā sē ātā hai .
70The Father comes from another world.
64Tō sabsē dūrdēśhī kaun ?
71So who is the resident living the furthest away?
65America nahī̃ .
72It is not those from America.
66Sabsē dūrdēśhī bāpdādā hai .
73BapDada is the furthest away.
67Ēk ākār vatan sē ātā , ēk paramdhām sē ātā , tō America uskē āgē kyā hai ?
74One comes from the subtle region and one comes from the supreme abode, and so what is America compared to that?
68Kuchh bhī nahī̃ .
75Nothing at all!
69Tō āj dūrdēśhī bāp is sākār duniyā K|kē dūrdēśhī bachchō̃ sē mil rahē haĩ .
76So, today, the Father, who is the Resident of the faraway land, has come to meet the children who reside far away in this corporeal world.
70Naśhā hai nā ? 71Āj hamārē liē bāpdādā āyē haĩ !
77Do you have the intoxication that today BapDada has come for you?
72Bhāratvāsī tō bāp K|kē haĩ hī lēkin double vidēśhiyō̃ kō dēkh bāpdādā viśhēṣh khuśh hōtē haĩ .
78The people of Bharat belong to the Father anyway, but BapDada is especially pleased to see the double foreigners.
73Kyō̃ khuśh hōtē haĩ ?
79Why is He pleased?
74Bāpdādā nē dēkhā hai bhārat mē̃ tō bāp āyē haĩ isīliē bhāratvāsiyō̃ kō yah naśhā extra hai lēkin double foreigners sē pyār isliē hai ki bhinn-bhinn culture hōtē huē bhī brāhmaṇ culture mē̃ parivartan hō gayē .
80BapDada recognises that it is because the Father has come in Bharat that the people of Bharat have this extra intoxication. 81However, Baba has love for the double foreigners, because even though they are from different cultures, they have been transformed into the Brahmin culture.
75Hō gayē nā ?
82You have been transformed, have you not?
76Abhī tō saṅkalp nahī̃ ātā - yah bhārat kā culture hai , hamārā culture tō aur hai ?
83You don't have the thought any more, do you, that this is the culture of Bharat, and that your culture is different?
77Nahī̃ .
84No.
78Abhī bāpdādā result mē̃ dēkhtē haĩ , sab ēk culture K|kē hō gayē haĩ .
85The result that BapDada saw is that all have become those of the one culture.
79Chāhē kahā̃ K|kē bhī haĩ , sākār śharīr kē liē dēśh bhinn-bhinn haĩ lēkin ātmā brāhmaṇ culture kī hai aur ēk bāt bāpdādā kō double foreigners key|kī bahut achchhī lagtī hai , patā hai kaunsī ?
86No matter where you come from, the countries are different in terms of your physical bodies, but the soul belongs to the Brahmin culture. 87Do you know the one other thing about the double foreigners that BapDada likes very much? 88Do you know what that is?
80 ( jaldī sēvā karnē lag gayē haĩ ) aur bōlō ?
89(They become engaged in service quickly.) 90Say something else.
81 ( naukrī bhī kartē haĩ , sēvā bhī kartē haĩ ) aisē tō india mē̃ bhī kartē haĩ .
91(They have jobs and also do service.) 92They do this in India too.
82India mē̃ bhī naukrī kartē haĩ .
93In India too, they have jobs and do service.
83 ( kuchh bhī hōtā hai tō sachchāī sē apnī kamjōrī kō batā dētē haĩ , spaṣhṭavādī haĩ ) achchhā , india spaṣhṭavādī nahī̃ hai ?
94(If something happens, they speak honestly about their weakness, they are very honest.) 95Achcha. 96Are those from India not as honest?
84Bāpdādā nē yah dēkhā hai ki chāhē dūr rahtē haĩ lēkin bāp K|kē pyār K|kē kāraṇ pyār mē̃ majority pās|pass haĩ .
97BapDada has seen that even though you live far away, because of love for the Father, the majority of you have passed in the subject of love.
85Bhārat kō tō bhāgya hai hī lēkin dūr rahtē pyār mē̃ sab pās|pass haĩ .
98Bharat has that fortune anyway, but whilst living far away, all have passed in love.
86Agar bāpdādā pūchhēgā tō pyār mē̃ percentage hai kyā ?
99If BapDada were to ask you whether there is a percentage in your love?
87Bāp sē pyār key|kī subject mē̃ percentage hai ?
100Is there a percentage in the subject of love for the Father?
88Jō samajhtē haĩ pyār mē̃ 100 percent haĩ vah hāth uṭhāō .
101Those who believe that they have 100 per cent love, raise your hands.
89 ( sabhī nē hāth uṭhāyā ) achchhā - 100 percent ?
102100 per cent?
90Bhārat-vāsī nahī̃ uṭhā rahē haĩ ?
103The residents of Bharat are not raising their hands!
91Dēkhō , bhārat kō tō sabsē baṛā bhāgya milā hai ki bāp bhārat mē̃ hī āyē haĩ .
104Look,Bharat has received this fortune. 105The greatest fortune it has received is that the Father has come in Bharat.
92Ismē̃ bāp kō America pasand nahī̃ I|āī|eye , lēkin bhārat pasand āyā hai .
106The Father didn't choose America for this; He chose Bharat.
93Yah ( America key|kī gāyatrī bahan ) sāmnē baiṭhī hai isliē America kah rahē haĩ .
107This one (Gayatriben from New York) is sitting in front.
94Lēkin dūr hōtē bhī pyār achchhā hai .
108However, even whilst being far away, you have deep love.
95Problem ātī bhī hai lēkin phir bhī bābā-bābā kahkē miṭā lētē haĩ .
109Problems do come, but by saying, "Baba, Baba", you finish those problems.
96Pyār mē̃ tō bāpdādā nē bhī pās|pass kar liyā aur abhī kismē̃ pās|pass hōnā hai ?
110Still, BapDada has given you pass marks in the subject of love, so what else do you have to pass in now?
97Hōnā bhī hai nā !
111You have to pass!
98Haĩ bhī aur hōnā bhī hai .
112You have passed and you have to pass.
99Tō vartamān samay K|kē pramāṇ bāpdādā yahī chāhtē haĩ ki har ēk bachchē mē̃ sva-parivartan K|kē śhakti key|kī percentage , jaisē pyār key|kī śhakti mē̃ sabnē hāth uṭhāyā , sabhī nē hāth uṭhāyā nā !
113According to the present time, BapDada wants the percentage of the power of self-transformation of each child to be just as much as when you all raised your hands for the power of love. 114All of you raised your hands for that, did you not?
100Itnī hī sva-parivartan key|kī tīvr gati hai ?
115Is there just as fast a speed in your self-transformation?
101Ismē̃ ādhā hāth uṭhēgā yā pūrā ?
116Will you raise your hands fully or only half-way for this?
102Kyā uṭhēgā ?
117How much will you raise them?
103Parivartan kartē bhī hō lēkin samay lagtā hai .
118You do bring about transformation, but it takes time.
104Samay key|kī samīpatā K|kē pramāṇ sva-parivartan key|kī śhakti aisī tīvr hōnī chāhiē jaisē kāgaj kē ūpar bindī lagāō tō kitnē mē̃ lagtī hai ?
119According to the closeness of time, the power of self-transformation should be so fast. 120How long does it take to put a full stop on a piece of paper?
105Kitnā samay lagtā hai ?
121How much time does that take?
106Bindī lagānē mē̃ kitnā samay lagtā hai ?
122How much time does it take to put a full stop?
107Second bhī nahī̃ .
123Not even a second.
108Ṭhīk hai nā !
124Is that right?
109Tō aisī tīvragati hai ?
125So, do you have such a fast speed?
110Ismē̃ hāth uṭhāyē̃ kyā ?
126Should you be asked to raise your hands?
111Ismē̃ ādhā hāth uṭhēgā .
127You would only raise your hands half-way.
112Samay key|kī raphtār tēz hai , sva-parivartan key|kī śhakti aisē tīvr hōnī hai aur jab parivartan kahtē haĩ tō parivartan kē āgē pahlē sva śhabda sadā yād rakhō .
128The speed of time is fast; the power of self-transformation has to be just as fast, and, when you speak of transformation, always remember the word "self" before the word "transformation".
113Parivartan nahī̃ , sva-parivartan .
129Not transformation, but self-transformation.
114Bāpdādā kō yād hai ki bachchō̃ nē bāp sē ēk varṣh kē liē vāydā kiyā thā ki saṅskār parivartan sē saṅsār parivartan karē̃gē .
130BapDada remembers that the children had promised Him that within a year they would bring about transformation of the world through transformation of their sanskars.
115Yād hai ?
131Do you remember?
116Varṣh manāyā thā - saṅskār parivartan sē saṅsār parivartan .
132You celebrated that year, did you not? 133World transformation through the transformation of sanskars.
117Tō saṅsār key|kī gati tō ati mē̃ jā rahī hai . 118Lēkin saṅskār parivartan uskī gati itnī fast hai ?
134The speed of the world is going into the extreme, but is the speed of the transformation of your sanskars just as fast?
119Vaisē foreign key|kī viśhēṣhtā hai , common rūp sē , foreign fast chaltā , fast kartā .
135The speciality of the lands abroad, as a rule, is that everything there is fast; they do everything fast.
120Tō bāp pūchhtē haĩ ki saṅskār parivartan mē̃ fast haĩ ?
136So, the Father is asking: Are you fast when it comes to transforming your sanskars?
121Tō bāpdādā sva-parivartan key|kī raphtār abhī tīvr dēkhnē chāhtē haĩ .
137BapDada now wants to see the speed of self-transformation become fast.
122Sabhī pūchhtē hō nā ! 123Bāpdādā kyā chāhtē haĩ ?
138All of you ask, do you not, "What does BapDada want?"
124Āpas mē̃ rūhrihān kartē hō nā , tō ēk dō sē pūchhtē hō bāpdādā kyā chāhtē haĩ ?
139You discuss amongst yourselves and you ask one another: What does BapDada want?
125Tō bāpdādā yah chāhtē haĩ . 126Second mē̃ bindī lagē .
140BapDada wants you to be able to put a full stop in a second.
127Jaisē kāgaj mē̃ bindī lagtī hai nā , ussē bhī fast , parivartan mē̃ jō ayathārtha hai usmē̃ bindī lagē .
141Just as when you put a full stop on a piece of paper, so this should be even faster than that. 142In bringing about transformation, put a full stop to anything that is not accurate.
128Bindī lagānē ātī hai ?
143Do you know how to put a full stop?
129Ātī hai nā !
144You know, do you not?
130Lēkin kabhī-kabhī question mark hō jātā hai .
145However, it sometimes becomes a question mark.
131Lagātē bindī haĩ aur ban jātā hai question mark .
146You put a full stop and it becomes a question mark.
132Yah kyō̃ , yah kyā ?
147“Why is it like this?” 148“What is this?”
133Yah kyō̃ aur kyā … yah bindī kō question mark mē̃ badal dētā hai .
149These questions "Why? and What?" make the full stop into a question mark.
134Bāpdādā nē pahlē bhī kahā thā - why-why nahī̃ karō , kyā karō ?
150BapDada also told you earlier: Do not say, "Why? 151Why?" 152What should you say instead?
135Fly yā vāh !
153“Fly” or “Wah!”
136Vāh ! 137Karō yā fly karō .
154Either say "Wah!" or "Fly".
138Why-why nahī̃ karō .
155Do not say, "Why? 156Why?"
139Why-why karnā jaldī ātā hai nā !
157You quickly know how to say, "Why? 158Why?"
140Ā jātā hai ?
159Does that just come?
141Jab why āvē nā tō uskō vāh ! 142Vāh ! 143Kar lō .
160Whenever this "Why" comes up, say instead, "Wah, wah!”
144Kōī bhī kuchh kartā hai , kahtā hai , vāh ! 145Drama vāh !
161If anyone does anything or says anything - "Wah drama, wah!"
146Yah kyō̃ kartā hai , yah kyō̃ kahtā , nahī̃ .
162Not, "Why is this one doing this? 163Why is this one saying this?
147Yah karē tō maĩ karū̃ , nahī̃ .
164I will do this if the other one does it." 165No!
148Ājkal bāpdādā nē dēkhā hai , sunā dū̃ .
166Nowadays, BapDada has seen… should I tell you?
149Parivartan karnā hai nā !
167You do want to bring about transformation, do you not?
150Tō ājkal result mē̃ chāhē foreign mē̃ chāhē india mē̃ dōnō̃ taraph ēk bāt key|kī lahar hai , vah kyā ?
168So, nowadays, the result, whether in India or abroad, is that there is a wave of one thing in both places, and what is that?
151Yah hōnā chāhiē , yah milnā chāhiē , yah iskō karnā chāhiē … jō maĩ sōchtā hū̃ , kahtā hū̃ vah hōnā chāhiē . . . .
169"There should be this; I should receive this; this one should do this. 170Only what I think and say should happen."
152Yah chāhiē , chāhiē jō saṅkalp mātra mē̃ bhī hōtā hai yah west|waste thoughts , best bannē nahī̃ dētā hai .
171These things of expectations that still arise in your thoughts are waste thoughts and they do not allow you to become the best.
153Bāpdādā nē sabhī kā west|waste kā chart thōṛē samay kā note kiyā hai .
172BapDada noted everyone's chart of waste for a short time.
154Check kiyā hai .
173He checked it.
155Bāpdādā kē pās tō powerful machinery hai nā .
174BapDada has powerful machinery.
156Āp jaisā computer nahī̃ hai , āpkā computer tō gālī bhī dētā hai .
175He doesn't have a computer like you all have. 176Your computer can even get corrupted.
157Lēkin bāpdādā kē pās checking machinery bahut fast hai .
177However, BapDada has some very fast checking machinery.
158Tō bāpdādā nē dēkhā majority kā west|waste saṅkalp sārē din mē̃ bīch-bīch mē̃ chaltā hai .
178BapDada saw that the majority of you have waste thoughts throughout the day every now and then.
159Kyā hōtā hai yah west|waste saṅkalp kā vazan bhārī hōtā hai aur best thoughts kā vazan kam hōtā hai .
179What happens is that the weight of waste thoughts is heavy, and the weight of best thoughts is less.
160Tō yah jō bīch-bīch mē̃ west|waste thoughts chaltē haĩ vah dimāg kō bhārī kar dētē haĩ .
180So these waste thoughts that you have every now and then make your head heavy.
161Puruṣhārth kō bhārī kar dētē haĩ , bōjh hai nā tō vah apnē taraph khīñch lētā hai isliē śhubh saṅkalp jō sva-unnati key|kī lift hai , sīṛhī bhī nahī̃ hai lift hai vah cum|kam hōnē K|kē kāraṇ , mēhnat key|kī sīṛhī chaṛhnī paṛtī hai .
181They make your efforts heavy. 182There is a burden and so that pulls you to itself. 183This is why, when there are fewer pure thoughts which would be a lift for self-progress - not even a ladder, but a lift - you have to climb that ladder of effort.
162Bas dō śhabda yād karō - west|waste kō khatm karnē kē liē amr̥itvēlē sē lēkē rāt tak dō śhabda saṅkalp mē̃ , bōl mē̃ aur karma mē̃ , kārya mē̃ lagāō .
184Simply remember two terms. 185In order to finish the waste, simply use two terms in your thoughts, words, actions and behaviour from amrit vela till night.
163Practical mē̃ lāō .
186Put this into a practical form.
164Vah dō śhabda haĩ - svamān aur sammān .
187These two terms are: Self-respect and respect for others.
165Svamān mē̃ rahnā hai aur sammān dēnā hai .
188You have to stay in your self-respect and give respect to others.
166Kōī kaisā bhī hai , hamē̃ sammān dēnā hai .
189“No matter what someone else is like, I have to give that one respect.
167Sammān dēnā , svamān mē̃ sthit hōnā hai .
190I have to give respect and stay in my stage of self-respect.”
168Dōnō̃ kā balance chāhiē .
191There has to be a balance of the two.
169Kabhī svamān mē̃ jyādā rahtē , kabhī sammān dēnē mē̃ kamī paṛ jātī hai .
192Sometimes, you stay in your self-respect a great deal, but you are not giving enough respect to others.
170Aisē nahī̃ ki kōī sammān dē̃ tō maĩ sammān dū̃ , nahī̃ .
193It should not be that you give respect if that person gives you respect. 194No.
171Mujhē dātā bannā hai .
195“I have to be a bestower.”
172Śhiv śhakti pāṇḍav sēnā dātā K|kē bachchē dātā haĩ .
196The Shiv Shakti Pandava Army are bestowers, children of the Bestower.
173Vah dē tō maĩ dū̃ , vah tō business hō gayā , dātā nahī̃ huā .
197To say, "I will give if the other one gives", becomes a business. 198That is not being a bestower.
174Tō āp businessman hō ki dātā hō ?
199So, are you businessmen or bestowers?
175Dātā kabhī lēvtā nahī̃ hōtā .
200A bestower is never a taker.
176Apnē vr̥itti aur dr̥iṣhṭi mē̃ yahī lakṣhya rakhō mujhē , aurō̃ kō nahī̃ , mujhē sadā har ēk kē prati arthāt sarv kē prati chāhē agyānī hai , chāhē gyānī hai , ajñāniyō̃ kē prati phir bhī śhubh bhāvnā rakhtē hō lēkin gyānī tū ātmāō̃ prati āpas mē̃ her|har samay śhubh bhāvnā , śhubh kāmnā rahē .
201In your attitude and vision, just have this aim: "I have to…., not others." 202I constantly have to have good wishes and pure feelings for each one, that is, for everyone, whether they are gyani or non-gyani. 203In fact, you do have good wishes for those who are non-gyani, but let there be good wishes and pure feelings for all gyani souls too, at every moment.
177Vr̥itti aisī ban jāyē , dr̥iṣhṭi aisī ban jāyē .
204Let your vision become like that, let your attitude become like that.
178Bas dr̥iṣhṭi mē̃ jaisē sthūl bindī hai , kabhī bindī gāyab hōtī hai kyā !
205You have a pupil in each eye. 206Do those pupils ever disappear?
179Āṅkhō̃ mē̃ sē agar bindī gāyab hō jāyē tō kyā ban jāyēṅgē ?
207What would you become if the pupils disappeared from your eyes?
180Dēkh sakē̃gē ?
208Would you be able to see?
181Tō jaisē āṅkhō̃ mē̃ bindī hai , vaisē ātmā vā bāp bindī nayanō̃ mē̃ samāī hō .
209So, just as there are pupils in your eyes, in the same way, the soul and the Father, the Point, are merged in your eyes.
182Jaisē dēkhnē vālī bindī kabhī gāyab nahī̃ hōtī , aisē ātmā vā bāp K|kē smr̥iti key|kī bindī vr̥itti sē , dr̥iṣhṭi sē gāyab nahī̃ hō .
210Just like the point (soul) that sees never disappears, in the same way, do not let the point of awareness of the soul and the Father disappear from your attitude or vision.
183Follow father karnā hai nā !
211You have to follow the Father, do you not?
184Tō jaisē bāp key|kī dr̥iṣhṭi vā vr̥itti mē̃ her|har bachchē kē liē svamān hai , sammān hai aisē hī apnī dr̥iṣhṭi vr̥itti mē̃ svamān , sammān .
212So, just as the Father has respect for every child in His vision and attitude, He has regard, in the same way, let there be self-respect and respect for others in your vision and attitude.
185Sammān dēnē sē jō man mē̃ ātā hai ki yah badal jāyē , yah nahī̃ karē , yah aisā hō , vah śhikṣhā sē nahī̃ hōgā lēkin sammān dō tō jō man mē̃ saṅkalp rahtā hai , yah hō , yah badalē|badlē , yah aisā karē , vah karnē lag jāyēṅgē .
213The thoughts that you have in your mind - that this one should change, that he should not do that, that this one is like this - it will not happen by being given teachings. 214It is by your giving respect to others that they will begin to fulfil the thoughts that you have in your mind – that that one should change or do this or that.
186Vr̥itti sē badalē̃gē , bōlnē sē nahī̃ badaltē .
215They will change through your attitude, not through your words.
187Tō kyā karē̃gē ?
216So, what will you do?
188Svamān aur sammān , dōnō̃ yād rahēgā nā yā sirph svamān yād rahēgā ?
217Self-respect and respect for others: you will remember both, will you not? 218Or, will you just remember self-respect?
189Sammān dēnā arthāt sammān lēnā .
219To give respect means to receive respect.
190Kisī kō bhī mān dēnā samjhō mānanīy bannā hai .
220To give respect means to become worthy of respect.
191Ātmik pyār key|kī niśhānī hai - dūsrē key|kī kamī kō apnī śhubh bhāvnā , śhubh kāmnā sē parivartan karnā .
221The sign of soul-conscious love is to transform the weaknesses of others with your good wishes and pure feelings.
192Bāpdādā nē abhī last sandēśh bhī bhējā thā ki vartamān samay apnā svarūp merciful banāō , merciful .
222In the last message too, BapDada said: At present, let your form be merciful.
193Last janm mē̃ bhī āpkē jaṛ chitra merciful ban bhaktō̃ par rahm kar rahē haĩ .
223Even in your last birth, your non-living images are merciful and have mercy on the devotees.
194Jab chitra itnē merciful haĩ tō chaitanya mē̃ kyā hōgā ?
224Since the non-living images are so merciful, how would the living forms be?
195Chaitanya tō rahm key|kī khān hai .
225The living forms would be mines of mercy.
196Rahm key|kī khān ban jāō .
226Become a mine of mercy.
197Jō bhī āvē rahm , yahī pyār key|kī niśhānī hai .
227Anyone who comes, give them mercy. 228This is a sign of love.
198Karnā hai nā ?
229You want to do that, do you not?
199Yā sirph sunnā hai ?
230Or, do you simply want to listen?
200Karnā hī hai , bannā hī hai .
231You have to do it, you have to become that!
201Tō bāpdādā kyā chāhtē haĩ , iskā uttar dē rahā hai .
232So Baba is giving you the response of, "What does BapDada want?"
202Praśhna kartē haĩ nā , tō bāpdādā uttar dē rahē haĩ .
233You ask this question and so BapDada is giving you an answer.
203Vartamān samay sēvā mē̃ vr̥iddhi achchhī hō rahī hai , chāhē bhārat mē̃ , chāhē foreign mē̃ lēkin bāpdādā chāhtē haĩ aisī kōī nimitt ātmā banāō jō kōī viśhēṣh kārya karkē dikhāyē .
234At present, there is very good expansion of service, be it in Bharat or abroad. 235BapDada wants you to make someone an instrument to carry out a special task.
204Aisā kōī sahyōgī banē̃ jō ab tak karnē chāhtē haĩ , vah karkē dikhāvē .
236Make someone co-operative, someone who, until now, has wanted to do something, but who will now actually demonstrate it practically.
205Programmes tō bahut kiyē haĩ , jahā̃ bhī programmes kiyē haĩ un sarv programmes key|kī sabhī taraph vālō̃ kō bāpdādā badhāī dētē haĩ .
237You have had many programmes. 238Wherever you held programmes, BapDada is giving congratulations to all those who carried out those programmes.
206Abhī kōī aur navīntā dikhāō . 207Jō āpkī taraph sē āpkē samān bāp kō pratyakṣha karē̃ .
239Now show some more newness, so that they reveal the Father on your behalf, just as you do.
208Paramātmā key|kī paṛhāī hai , yah mukh sē nikalē .
240Let it also emerge from their lips: “This study is Godly”.
209Bābā-bābā śhabda dil sē nikalē .
241Let "Baba, Baba" emerge from their hearts.
210Sahyōgī bantē haĩ , lēkin abhī ēk bāt jō rahī hai ki yahī ēk hai , yahī ēk hai , yahī ēk hai . . . yah āvāj phailē .
242They do become co-operative, but the one thing that still remains is, "This One is the only One. 243This is the One. 244This is the One…" 245Let this sound spread.
211Brahmākumāriyā̃ kām achchhā kar rahī haĩ , kar saktī haĩ , yahā̃ tak tō āyē haĩ lēkin yahī ēk haĩ aur paramātma gyān hai .
246"The Brahma Kumaris are doing very good work. 247They can do this.” 248They have come that far, but let them now say, "This is the only One, this is God's knowledge."
212Bāp kō pratyakṣha karnē vālā bēdhaṛak bōlē .
249Let those who are to reveal the Father say this fearlessly.
213Āp bōltē hō paramātmā kārya karā rahā hai , paramātmā kā kārya hai lēkin vah kahē ki jis paramātmā bāp kō sabhī pukār rahē haĩ , vah gyān hai .
250You say that God is making this task happen, that it is God's task. 251However, let them now say that they know God, the Father, whom everyone has been calling out to.
214Abhī yah anubhav karāō .
252Now give them that experience.
215Jaisē āpkē dil mē̃ her|har samay kyā hai ?
253What do you have in your hearts at every moment?
216Bābā , bābā , bābā . . . aisē kōī group nikalē .
254“Baba, Baba, Baba!” 255Let such a group emerge.
217Achchhā hai , kar saktē haĩ , yahā̃ tak tō ṭhīk hai .
256It is good. 257You can do this. 258Whatever has happened up to this point has been fine.
218Parivartan huā hai .
259Transformation has taken place.
219Lēkin last parivartan hai - ēk hai , ēk hai , ēk hai .
260However, the last transformation is, "This is the One. 261This is the One. 262This is the One."
220Vah hōgā jab brāhmaṇ parivār ēkras sthiti vālē hō jāyē .
263That will happen when the Brahmin family have a constant stage.
221Abhī sthiti badaltī rahtī hai .
264At the moment, the stage continues to change.
222Ēkras sthiti ēk kō pratyakṣha karēgī .
265A constant stage will reveal the One.
223Ṭhīk hai nā !
266Is this OK?
224Tō double foreigners example banō .
267So, double foreigners, become an example.
225Sammān dēnē mē̃ , svamān mē̃ rahnē mē̃ example banō , number lē lō .
268Become an example in giving respect and in staying in your own self-respect. 269Claim a number in this.
226Chārō̃ ōr jaisē mōhjīt parivār kā dr̥iṣhṭānt batātē haĩ nā , jō chaprāsī bhī , naukar bhī sab mōhjīt .
270They show the example of the family that conquered attachment, where the messengers and servants and everyone else became conquerors of attachment.
227Vaisē kahā̃ bhī jāyē̃ America jāyē̃ , Australia jāyē̃ , her|har dēśh mē̃ ēkras , ēkmat , svamān mē̃ rahnē vālē , sammān dēnē vālē , ismē̃ number lō|low .
271Similarly, wherever you are - America, Australia, every country - claim a number in being constant, united in following one direction, staying in your own self-respect and giving respect to others.
228Lē saktē haĩ nā ?
272You can claim it, can you not? 273Claim it. 274Do you want to claim a number?
229Chārō̃ ōr K|kē bāp K|kē nayanō̃ mē̃ samāyē huē , nayanō̃ K|kē nūr bachchō̃ kō sadā ēkras sthiti mē̃ sthit rahnē vālē bachchō̃ kō , sadā bhāgya kā sitārā chamaknē vālē bhāgyavān bachchō̃ kō , sadā svamān aur sammān sāth-sāth rakhnē vālē bachchō̃ kō , sadā puruṣhārth key|kī tīvr raphtār karnē vālē bachchō̃ kō bāpdādā kā yādpyār , duāyē̃ aur namastē .
275To all of you children everywhere who are merged in the Father's eyes, to the children who are the lights of the eyes, to the children who remain constantly stable in a constant stage, to the fortunate children whose stars of fortune are constantly sparkling, to those who constantly have self-respect and equal respect for others, to the children who make the speed of their efforts fast, BapDada's love, remembrance, blessings and namaste.
Blessing
230Vardān : sachchē sāthī kā sāth lēnē vālē sarv sē nyārē , pyārē nirmōhī bhav
276Blessing: May you take the company of your true Companion and thereby become loving and free from attachment.
231Rōz amr̥itvēlē sarv sambandhō̃ kā sukh bāpdādā sē lēkar aurō̃ kō dān karō .
277 Every day at amrit vela, have the happiness of having all relationships with BapDada and donate it to others too.
232Sarv sukhō̃ K|kē adhikārī ban aurō̃ kō bhī banāō .
278Have a right to all types of happiness and also give others this right.
233Kōī bhī kām hai usmē̃ sākār sāthī yād na āyē , pahlē bāp kī yād āyē kyōṅki sachchā mitr bāp hai .
279While doing any physical task, do not remember any physical companions, but first remember the Father, because the Father is your true Friend.
234Sachchē sāthī kā sāth lē̃gē tō sahaj hī sarv sē nyārē aur pyārē ban jāyēṅgē .
280When you take the company of your true Companion, you easily become detached and loving to all.
235Jō sarv sambandhō̃ sē her|har kārya mē̃ ēk bāp kō yād kartē haĩ vah sahaj hī nirmōhī ban jātē haĩ .
281Those who remember the one Father in all relationships in every task easily become free from attachment.
236Unkā kisī bhī taraph lagāv arthāt jhukāv nahī̃ rahtā isliē māyā sē hār bhī nahī̃ hō saktī hai .
282They are neither attached to anyone nor subservient to anyone and so they cannot be defeated by Maya.
Slogan
237Slōgan : māyā kō dēkhnē vā jānnē kē liē trikāldarśhī aur trinētrī banō tab vijayī banē̃gē .
283Slogan: In order to recognise Maya, become trikaldarshi and trinetri and you will become victorious.
238Avyakt iśhārē - satyatā aur sabhyatā rūpī culture kō apnāō 239Satyatā key|kī niśhānī sabhyatā hai .
284*** Om Shanti *** Avyakt Signal: Adopt the culture of truth and good manners The sign of truth is having good manners.
240Agar āp sachchē hō , satyatā key|kī śhakti āpmē̃ hai tō sabhyatā kō kabhī nahī̃ chhōṛō , satyatā kō siddh karō lēkin sabhyatāpūrvak .
285When you are truthful and have the power of truth, you will never stop having good manners. 286You may have to prove the truth, but do this with good manners.
241Agar sabhyatā kō chhōṛkar asabhyatā mē̃ ākarkē satya kō siddh karnā chāhtē hō tō vah satya siddha nahī̃ hōgā .
287By trying to prove that something is true whilst letting go of your good manners, you will be unable to prove it.
242Asabhyatā key|kī niśhānī hai jid aur sabhyatā key|kī niśhānī hai nirmān .
288The sign of a lack of good manners is stubbornness and the sign of good manners is humility.
243Satyatā kō siddha karnē vālā sadaiv svayã nirmān hōkar sabhyatāpūrvak vyavahār karēgā .
289Those who do prove the truth will constantly remain humble and will always interact with good manners with everyone.