बुधवार 5 मार्च 2025 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

005-03-2025 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 05/03/25 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - khuśhī jaisī khurāk nahī̃ , tum khuśhī mē̃ chaltē phirtē paidal kartē bāp kō yād karō tō pāvan ban jāyēṅgē ' '

1Essence: Sweet children, there is no nourishment like happiness. 2Whilst walking and moving around, remember the Father with happiness and you will become pure.

Question

2Praśhna  : kōī bhī karma vikarma na banē uskī yukti kyā hai  ?

3Question: What is the way to stop performing any sinful action?

Answer

3Uttar  : vikarmō̃ sē bachnē kā sādhan hai śhrīmat .

4Answer: Following shrimat is the way to protect yourself from performing sinful actions.

4Bāp key|kī jō pahlī śhrīmat hai ki apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karō , is śhrīmat par chalō tō tum vikarmājīt ban jāyēṅgē .

5The Father's first shrimat is: Consider yourselves to be souls and remember the Father. 6Follow this shrimat and you will become conquerors of sinful actions.

Murli

5Ōm śhānti .

7Om shanti.

6Rūhānī bachchē yahā̃ bhī baiṭhē haĩ aur sabhī centres par bhī haĩ .

8You spiritual children are sitting here and also at all the centres.

7Sabhī bachchē jāntē haĩ ki abhī rūhānī bābā āyā huā hai , vah hamkō is purānī chhī-chhī patit duniyā sē phir ghar lē jāyēṅgē .

9All of you children know that the spiritual Father has now come here. 10He will once again take us back home from this dirty old world.

8Bāp āyē hī haĩ pāvan banānē aur ātmāō̃ sē hī bāt kartē haĩ .

11The Father has come to make you pure. 12He only talks to souls.

9Ātmā hī kānō̃ sē suntī hai kyōṅki bāp kō apnā śharīr tō hai nahī̃ isliē bāp kahtē haĩ maĩ śharīr K|kē ādhār sē apnī pahchān dētā hū̃ .

13It is the souls that listen through their ears. 14The Father doesn't have a body of His own. 15Therefore, the Father says: I take the support of this body to give you My introduction.

10Maĩ is sādhāraṇ tan mē̃ ākar tum bachchō̃ kō pāvan bannē key|kī yukti batātā hū̃ .

16I enter this ordinary body and show you children the way to become pure.

11Vah bhī her|har kalp ākar tumkō yah yukti batlātā hū̃ .

17I come and show you this method every cycle.

12Is rāvaṇ rājya mē̃ tum kitnē duḥkhī ban paṛē hō .

18You have become so unhappy in this kingdom of Ravan.

13Rāvaṇ rājya , śhōk vāṭikā mē̃ tum hō .

19You are in the kingdom of Ravan, the cottage of sorrow.

14Kaliyug kō kahā hī jātā hai duḥkhdhām .

20The iron age is called the land of sorrow.

15Sukhdhām hai kr̥iṣhṇapurī , svarg .

21The land of happiness is the land of Krishna, heaven.

16Vah tō abhī hai nahī̃ .

22That land doesn't exist at the moment.

17Bachchē achchhī rīti jāntē haĩ ki abhī bābā āyā huā hai hamkō paṛhānē kē liē .

23You children know very well that Baba has now come to teach us.

18Bāp kahtē haĩ tum ghar mē̃ bhī school banā saktē hō .

24The Father says: You can build a school even in your home.

19Pāvan bannā aur banānā hai .

25You have to become pure and also make others pure.

20Tum pāvan banē̃gē tō phir duniyā bhī pāvan banēgī .

26When you become pure, the world will also become pure.

21Abhī tō yah bhraṣhṭāchārī patit duniyā hai .

27The world is now corrupt and impure.

22Abhī hai rāvaṇ key|kī rājdhānī .

28It is now the kingdom of Ravan.

23In bātō̃ kō jō achchhī rīti samajhtē haĩ vah phir aurō̃ kō bhī samjhātē haĩ .

29Those who understand these things very well can also explain them to others.

24Bāp tō sirph kahtē haĩ - bachchē , apnē kō ātmā samajh mujh bāp kō yād karō , aurō̃ kō bhī aisē samjhāō . 25Bāp āyā huā hai , kahtē haĩ mujhē yād karō tō tum pāvan ban jāyēṅgē .

30The Father simply says: Children, consider yourselves to be souls and remember Me, the Father. 31Explain to others in the same way: The Father has come and He says: Remember Me and you will become pure.

26Kōī bhī āsurī karma nahī̃ karō .

32Do not perform any devilish actions.

27Māyā tumsē jō chhī-chhī karma karāyēgī vah karma jarūr vikarma banēgā .

33Whatever actions Maya makes you perform, they will definitely be dirty and sinful.

28Pahlē number mē̃ jō kahtē haĩ īśhvar sarvavyāpī hai , yah bhī māyā nē kahlāyā nā .

34The first mistake you made was in saying that God is omnipresent. 35It was Maya that made you say this.

29Māyā tumsē her|har bāt mē̃ vikarma hī karāyēgī .

36Maya will make you perform sinful actions in every respect.

30Karm-akarm-vikarm kā rāz bhī samjhāyā hai .

37The secret of action, neutral action and sinful action has also been explained to you.

31Śhrīmat par ādhā-kalp tum sukh bhōgtē hō , ādhākalp phir rāvaṇ key|kī mat par duḥkh bhōgtē hō .

38On the basis of following shrimat, you experience happiness for half of each cycle. 39Then, by following Ravan's dictates for the other half of the cycle, you experience sorrow.

32Is rāvaṇ rājya mē̃ tum bhakti jō kartē hō , nīchē hī utartē āyē hō .

40All the devotion you were doing in the kingdom of Ravan has only been bringing you down.

33Tum in bātō̃ kō nahī̃ jāntē thē , bilkul hī pattharbuddhi thē .

41You did not know of these things. 42Your intellects had totally become stone.

34Pattharbuddhi aur pārasbuddhi gātē tō haĩ nā .

43“Stone intellect and divine intellect” is remembered.

35Bhakti mārg mē̃ kahtē bhī haĩ - hē īśhvar , inkō achchhī buddhi dō , tō yah laṛāī ādi band kar dē̃ .

44On the path of devotion, they say: O God, grant this one a good intellect so that he stops all this war, etc.

36Tum bachchē jāntē hō bābā bahut achchhī buddhi abhī dē rahē haĩ .

45You children know that Baba is now giving you very good intellects.

37Bābā kahtē haĩ - mīṭhē bachchō̃ , tumhārī ātmā jō patit banī hai , unkō pāvan banānā hai , yād kī yātrā sē .

46Baba says: Sweet children, you souls had to become impure and you now have to be purified with the pilgrimage of remembrance.

38Bhal ghūmō phirō , bābā key|kī yād mē̃ tum kitnā bhī paidal karkē jāyēṅgē , tumkō śharīr bhī bhūl jāyēgā .

47You may go for tours and walks etc. 48You can walk a long way because, no matter how far you walk, when you walk in remembrance of Baba, you will forget your body.

39Gāyā jātā hai nā - khuśhī jaisī khurāk nahī̃ .

49It is said: There is no nourishment like happiness.

40Manuṣhya dhan kamānē kē liē kitnā dūr-dūr khuśhī sē jātē haĩ .

50People will happily go very far in order to earn money.

41Yahā̃ tum kitnē dhanvān , sampattivān bantē hō .

51Here, you become very wealthy and prosperous.

42Bāp kahtē haĩ maĩ kalp-kalp ākar tum ātmāō̃ kō apnā parichay dētā hū̃ .

52The Father says: I come every cycle and give you souls My introduction.

43Is samay sabhī patit haĩ , jō bulātē rahtē haĩ ki pāvan banānē liē āō .

53At present, all are impure, and so they continue to call out: Come and purify us!

44Ātmā hī bāp kō bulātī hai .

54It is souls that call out to the Father.

45Rāvaṇ rājya mē̃ , śhōk vāṭikā mē̃ sabhī duḥkhī haĩ .

55Everyone is unhappy in the kingdom of Ravan, the cottage of sorrow.

46Rāvaṇrājya sārī duniyā mē̃ hai .

56Ravan's kingdom extends over the whole world.

47Is samay hai hī tamōpradhān sr̥iṣhṭi .

57At present, the whole world is tamopradhan.

48Satōpradhān dēvtāō̃ K|kē chitra khaṛē haĩ .

58There are images of the satopradhan deities.

49Gāyan bhī unhō̃ kā hai .

59There is also praise of them.

50Śhāntidhām , sukhdhām jānē kē liē manuṣhya kitnā māthā mārtē haĩ .

60People beat their heads so much in order to go to the land of peace and the land of happiness.

51Yah thōṛēhī kōī jāntē haĩ - bhagvān kaisē ākar bhakti kā phal hamkō dēgā .

61No one knows how God comes and gives the fruit of their devotion.

52Tum abhī samajhtē hō hamkō bhagvān sē phal mil rahā hai .

62You now understand that we are receiving the fruit from God.

53Bhakti K|kē dō phal haĩ - ēk mukti , dūsrā jīvanmukti .

63There are two fruits of devotion: First is liberation and second, liberation-in-life.

54Yah samajhnē key|kī baṛī mahīn bātē̃ haĩ .

64These are very deep and subtle things and have to be understood.

55Jinhōnnē śhurū sē lēkar bahut bhakti key|kī hōgī , vah gyān achchhī rīti lē̃gē tō phal bhī achchhā pāyēṅgē .

65Those who have performed a lot of devotion from the time it began will very clearly understand this knowledge. 66Therefore, the fruit they receive will also be good.

56Bhakti cum|kam key|kī hōgī tō gyān bhī cum|kam lē̃gē , phal bhī cum|kam pāyēṅgē .

67Those who have done less devotion will take less of this knowledge and will also receive less fruit.

57Hisāb hai nā .

68There is an accurate account.

58Number-vār pad hai nā .

69The status is numberwise.

59Bāp kahtē haĩ - mērā bankar vikār mē̃ girā tō gōyā mujhē chhōṛā .

70The Father says: Having come to belong to Me, if you fall into vice, it means that you have left Me.

60Ēkdam nīchē jākar paṛē̃gē .

71It is as though that soul falls right down.

61Kōī tō girkar phir uṭh paṛtē haĩ . 62Kōī tō bilkul hī gutter mē̃ gir jātē , buddhi bilkul sudhartī hī nahī̃ .

72Some fall and are then able to get up again, whereas others fall completely into the gutter. 73Their intellects do not reform at all.

63Kōī kō dil andar khātā hai , duḥkh hōtā hai - hamnē bhagvān sē pratigyā key|kī aur phir unkō dhōkhā dē diyā , vikār mē̃ gir paṛā .

74Some people's consciences bite them and they experience sorrow. 75They feel: I made a promise to God and then I deceived Him and fell into vice.

64Bāp kā hāth chhōṛā , māyā kā ban paṛā .

76I let go of the Father's hand and went and belonged to Maya.

65Vē|way phir vāyumaṇḍal hī kharāb kar dētē haĩ , śhrāpit hō jātē haĩ .

77Such souls spoil the atmosphere; they become cursed.

66Bāp kē sāth dharmarāj bhī hai nā .

78Dharamraj is also with the Father.

67Us samay patā nahī̃ paṛtā hai ki ham kyā kartē haĩ , bād mē̃ paśhchātāp hōtā hai .

79At that time, that soul doesn't realise what he is doing, but later, he repents.

68Aisē bahut hōtē haĩ , kiskā khūn ādi kartē haĩ tō jēl mē̃ jānā paṛtā hai , phir paśhchātāp hōtā hai - nāhēk unkō mārā .

80There are many such people who kill someone etc. and have to go to jail. 81Then, they repent for having killed that person for no reason.

69Gussē mē̃ ākar mārtē bhī bahut haĩ .

82Many kill others when they are angry.

70Ḍhēr samāchār akhbārō̃ mē̃ paṛtē haĩ .

83There is a lot of news about that in the newspapers.

71Tum tō akhbār paṛhtē nahī̃ hō .

84You do not read the newspapers.

72Duniyā mē̃ kyā-kyā hō rahā hai , tumkō mālūm nahī̃ paṛtā hai .

85You do not know what is happening in the world outside.

73Din-pratidin hālatē̃ kharāb hōtī jātī haĩ .

86Day by day, the state of the world is becoming worse.

74Sīṛhī nīchē utarnī hī hai .

87You have to come down the ladder.

75Tum is drama K|kē rāz kō jāntē hō .

88You know the secrets of this drama.

76Buddhi mē̃ yah bāt hai ki ham bābā kō hī yād karē̃ .

89It is in your intellects that you must only remember Baba.

77Kōī bhī aisā chhī-chhī kartavya na karē̃ jissē register kharāb hō jāē .

90Do not perform any dirty act through which your register would be spoilt.

78Bāp kahtē haĩ maĩ tumhārā teacher hū̃ nā .

91The Father says: I am your Teacher.

79Teacher kē pās student key|kī paṛhāī kā aur chāl chalan kā record rahtā hai nā .

92A teacher has a record of how his students study and their behaviour.

80Kōī key|kī chāl bahut achchhī , kōī key|kī cum|kam , kōī key|kī bilkul kharāb .

93The behaviour of some is very good, of some it is less so and of others it is totally bad.

81Number-vār hōtē haĩ nā .

94Everyone is numberwise.

82Yah bhī supreme bāp kitnā ūñch paṛhātē haĩ .

95The Supreme Father is teaching you very elevated things.

83Vah bhī har ēk key|kī chāl-chalan kō jāntē haĩ .

96He also knows the behaviour of each one.

84Tum khud bhī jān saktē hō - hamārē mē̃ yah ādat hai , is kāraṇ ham fail hō jāyēṅgē .

97You too can understand: I have these habits due to which I will fail.

85Bābā her|har bāt clear kar samjhātē haĩ .

98Baba explains everything very clearly.

86Pūrī rīti paṛhāī nahī̃ paṛhē̃gē , kiskō duḥkh dēgē tō duḥkhī hōkar marē̃gē . 87Pad bhī bhraṣhṭa hōgā .

99Those who don’t study well and who make others unhappy will also die unhappy; their status will be destroyed as well.

88Sajāyē̃ bhī bahut khāyēṅgē .

100They will experience a lot of punishment.

89Mīṭhē bachchē , apnī aur dūsrō̃ key|kī takdīr banānī hai tō merciful kā saṅskār dhāraṇ karō .

101Sweet children, if you want to make your own fortune and the fortune of others, imbibe the sanskar of being merciful.

90Jaisē bāp merciful hai tab teacher bankar tumhē̃ paṛhātē haĩ .

102The Father is merciful; He becomes your Teacher and teaches you.

91Kōī bachchē achchhī rīti paṛhtē aur paṛhātē haĩ , ismē̃ merciful bannā hōtā hai .

103Similarly, some children study well and also teach others. 104You have to become merciful in this.

92Teacher merciful hai nā . 93Kamāī kā rāstā batātē haĩ ki kaisē achchhā position tum pā saktē hō .

105A teacher is merciful: he shows you a way to earn an income and how to attain a good position.

94Us paṛhāī mē̃ tō anēk prakār K|kē teachers hōtē haĩ .

106There are many kinds of teacher in those studies.

95Yah tō ēk hī teacher hai .

107Here, there is only the one Teacher.

96Paṛhāī bhī ēk hī hai manuṣhya sē dēvtā bannē key|kī .

108There is only this one study for changing from humans into deities.

97Ismē̃ mukhya hai pavitratā key|kī bāt .

109Purity is the main aspect.

98Pavitratā hī sab māṅgtē haĩ .

110Everyone asks to be purified.

99Bāp tō rāstā batā rahē haĩ parantu jinkī takdīr mē̃ hī nahī̃ hai tō tadbīr kyā kar saktē  !

111The Father is showing you the way for this. 112However, if it is not in someone's fortune, what effort would he make?

100Ūñch marks pānē kā hī nahī̃ hai tō teacher tadbīr bhī kyā karē  !

113If someone is not destined to claim high marks, how could his teacher inspire him to make effort?

101Yah bēhad kā teacher hai nā .

114That One is the unlimited Teacher.

102Bāp kahtē haĩ tumkō aur kōī sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant key|kī history-geography samjhā na sakē .

115The Father says: No one else can explain to you the history and geography of the beginning, the middle and the end of the world.

103Tumkō har ēk bāt bēhad key|kī samjhāī jātī hai .

116All of these unlimited things are explained to you.

104Tumhārā hai bēhad kā vairāgya .

117Your disinterest is unlimited.

105Yah bhī tumkō sikhlātē haĩ jabki patit duniyā kā vināśh , pāvan duniyā key|kī sthāpanā hōnī hai .

118You are taught this because this old world has to be destroyed and a pure world established.

106Sannyāsī tō haĩ nivr̥itti mārg vālē , vāstav mē̃ unhō̃ kō tō jaṅgal mē̃ rahnā hai .

119Sannyasis belong to the path of isolation. 120In fact, they should live in the jungles.

107Pahlē-pahlē r̥iṣhi-muni ādi sab jaṅgal mē̃ rahtē thē , vah satōpradhān tākat thī , tō manuṣhyō̃ kō khīñchtē thē .

121Previously, rishis and munis etc. used to live in the jungles. 122That was when their power was satopradhan and they used to attract people.

108Kahā̃-kahā̃ kuṭiyāō̃ mē̃ bhī unkō bhōjan jākar pahuñchātē thē .

123In some cases, food was taken to them in their huts.

109Sannyāsiyō̃ K|kē kabhī mandir nahī̃ banātē haĩ .

124Temples are never built to sannyasis.

110Mandir hamēśhā dēvtāō̃ K|kē banātē haĩ .

125Temples are always built to deities.

111Tum kōī bhakti nahī̃ kartē hō . 112Tum yōg mē̃ rahtē hō .

126You do not do devotion; you simply stay in yoga.

113Unkā tō gyān hī hai brahm tatva kō yād karnē kā .

127Their knowledge is for remembering the brahm element.

114Bas brahm mē̃ līn hō jāyē̃ . 115Parantu sivāē bāp K|kē vahā̃ tō kōī lē jā na sakē .

128They simply want to merge into the brahm element (element of light), but no one, except the Father, can take them there.

116Bāp ātē hī haĩ saṅgamyug par .

129The Father comes at the confluence age.

117Ākarkē dēvī-dēvtā dharm key|kī sthāpanā kartē haĩ . 118Bākī sabkī ātmāyē̃ vāpis chalī jātī haĩ kyōṅki tumhārē liē naī duniyā chāhiē nā .

130He comes and establishes the deity religion, because a new world is needed for you. 131All other souls return home.

119Purānī duniyā kā kōī bhī rahnā nahī̃ chāhiē .

132No one of the old world can remain there.

120Tum sārē viśhva K|kē mālik bantē hō .

133You become the masters of the whole world.

121Yah tō tum jāntē hō jab hamārā rājya thā tō sārē viśhva par ham hī thē , dūsrā kōī khaṇḍ nahī̃ thā .

134You know that, when it was your kingdom over the whole world, only you lived there; there were no other continents there.

122Vahā̃ jamīn tō bahut rahtī hai .

135There is plenty of land there.

123Yahā̃ jamīn kitnī hai phir bhī samudra kō sukhākar jamīn kartē rahtē haĩ kyōṅki manuṣhya baṛhtē jātē haĩ .

136Here, there is so much land, yet they drying the sea to reclaim more land because the human population continues to increase.

124Yah jamīn sukhānā ādi vilāyat vālō̃ sē sīkhē haĩ .

137They have learnt from the foreigners about reclamation of land.

125Bāmbē pahlē kyā thī phir bhī nahī̃ rahēgī .

138What was Bombay before? 139It will not remain in the future.

126Bābā tō anubhavī hai nā .

140Baba is experienced.

127Samjhō earthquake hōtī hai vā mūsaldhār barsāt hōtī hai tō phir kyā karē̃gē  !

141For instance, when there is an earthquake or torrential rain, what will you do?

128Bāhar tō nikal nahī̃ sakē̃gē .

142You won't be able to go outside.

129Natural calamities tō bahut āyēṅgī .

143There are going to be many natural calamities.

130Nahī̃ tō itnā vināśh kaisē hōgā .

144How else could destruction take place?

131Satyug mē̃ tō sirph thōṛē bhāratvāsī hī hōtē haĩ .

145In the golden age, there are only the few people of Bharat.

132Āj kyā hai , kal kyā hōgā .

146What is it today and what will it become tomorrow?

133Yah sab tum bachchē hī jāntē hō .

147Only you children know all of this.

134Yah gyān aur kōī dē na sakē .

148No one else can give this knowledge.

135Bāp kahtē haĩ tum patit banē hō isliē ab mujhē bulātē hō ki ākar pāvan banāō tō jarūr āyēṅgē tab tō pāvan duniyā sthāpan hōgī nā .

149The Father says: You have become impure. 150This is why you now call out to Me to come and purify you. 151Therefore, He must surely come so that that pure world can be established.

136Tum bachchē jāntē hō bābā āyā huā hai .

152You children know that Baba has come.

137Yukti kitnī achchhī batlātē haĩ .

153He shows you very good methods.

138Bhagvānuvāch manmanābhav .

154God speaks: Manmanabhav!

139Dēh sahit dēh K|kē sabhī sambandhō̃ kō tōṛ māmēkam yād karō .

155Break off all relationships with bodies, and that includes your own body, and remember Me alone.

140Ismē̃ hī mēhnat hai .

156Only in this do you have to make effort.

141Gyān tō bahut sahaj hai .

157This Knowledge is very easy.

142Chhōṭā bachchā bhī jhaṭ yād kar lēgā . 143Bākī apnē kō ātmā samajh aur bāp kō yād karē , vah impossible hai .

158Even a small child can remember this, but it is impossible that he would consider himself to be a soul and remember the Father.

144Baṛō̃ key|kī buddhi mē̃ hī nahī̃ ṭhahar saktā , tō chhōṭē phir kaisē yād kar sakē̃gē  ?

159If this cannot remain in the intellects of adults, how would it remain in the intellects of little children?

145Bhal śhivbābā-śhivbābā kahē bhī parantu hai tō bēsamajh nā . 146Ham bhī bindī haĩ , bābā bhī bindī hai , yah smr̥iti mē̃ ānā muśhkil lagtā hai .

160Although he might continue to say, "Shiv Baba, Shiv Baba", he still wouldn’t have the understanding of being a point of light and of Baba also being a point. 161It is difficult to keep this in the consciousness.

147Yahī yathārth rīti yād karnā hai .

162You have to remember this accurately.

148Mōṭī chīz tō hai nahī̃ .

163He is not something large.

149Bāp kahtē haĩ yathārth rūp mē̃ maĩ bindī hū̃ isliē maĩ jō hū̃ , jaisā hū̃ vah simraṇ karē̃ - yah baṛī mēhnat hai .

164The Father says: My accurate form is a point. 165This is why great effort has to be made to remember Me as I am and what I am.

150Vah tō kah dētē paramātmā brahm tatva hai aur ham kahtē haĩ vah ēkdam bindī hai .

166They simply say that the Supreme Soul is the brahm element, whereas we say that He is an absolutely tiny point.

151Rāt-din kā fark hai nā .

167There is the difference of day and night.

152Brahm tatva jahā̃ ham ātmāyē̃ rahtī haĩ , unkō paramātmā kah dētē .

168The brahm element is where we souls reside. 169They call that the Supreme Soul.

153Buddhi mē̃ yah rahnā chāhiē - maĩ ātmā hū̃ , bābā kā bachchā hū̃ , in kānō̃ sē suntā hū̃ , bābā is mukh sē sunātē haĩ ki maĩ param ātmā hū̃ , parē tē parē rahnē vālā hū̃ .

170Keep this in your intellects: “I am a soul, a child of the Supreme Soul. 171I am listening through these ears.” 172Baba says through this mouth: I am the Supreme Soul. 173I am the Resident of the land beyond.

154Tum bhī parē tē parē rahtē hō parantu janm-maraṇ mē̃ ātē hō , maĩ nahī̃ ātā hū̃ .

174You also live in the land beyond, but you enter the cycle of rebirth whereas I do not.

155Tumnē abhī apnē 84 janmō̃ kō bhī samjhā hai .

175You now understand your 84 births.

156Bāp K|kē part kō bhī samjhā hai .

176You have also understood the Father's part.

157Ātmā kōī chhōṭī-baṛī nahī̃ hōtī hai . 158Bākī iron age mē̃ ānē sē mailī ban jātī hai .

177A soul does not become smaller or larger, but he does become dirty when he enters the iron age.

159Itnī chhōṭī-sī ātmā mē̃ sārā gyān hai .

178All of this knowledge is in such a tiny soul!

160Bāp bhī itnā chhōṭā hai nā .

179The Father's form is very tiny too.

161Parantu unkō param ātmā kahā jātā hai .

180However, He is called the Supreme Soul.

162Vah gyān kā sāgar hai , tumkō ākar samjhātē haĩ .

181He is the Ocean of Knowledge. 182He comes and explains to you.

163Is samay tum jō paṛh rahē hō kalp pahlē bhī paṛhā thā , jissē tum dēvtā banē thē .

183Everything you are studying now, you also studied in the previous cycle and you became deities through that.

164Tumhārē mē̃ sabsē khōṭī takdīr unhō̃ kī hai jō patit ban apnī buddhi kō malīn banā dētē haĩ , kyōṅki unmē̃ dhārṇā hō nahī̃ saktī .

184Amongst you, the ones with the worst fortune are those who become impure and make their intellects degraded. 185This is because they're unable to imbibe this knowledge.

165Dil andar khātī rahēgī .

186Their consciences continue to bite them.

166Aurō̃ kō kah na sakē̃ pavitra banō .

187They are not able to tell others to remain pure.

167Andar samajhtē haĩ pāvan bantē-bantē hamnē hār khā lī , key|kī kamāī sārī chaṭ hō gaī .

188They understand inside that they have been defeated by becoming impure. 189All the income they had accumulated has been lost.

168Phir bahut samay lag jātā hai .

190It then takes a lot of time.

169Ēk hī chōṭ jōr sē ghāyal kar dētī hai , register kharāb hō jātā hai .

191This one punch makes them seriously unconscious. 192Their register is spoilt.

170Bāp kahē̃gē tum māyā sē hār gayē , tumhārī takdīr khōṭī hai .

193The Father would say: You have been defeated by Maya. 194Your fortune is very bad.

171Māyājīt jagatjīt bannā hai .

195You have to conquer Maya and then become conquerors of the world.

172Jagatjīt mahārājā-mahārānī kō hī kahā jātā hai . 173Prajā kō thōṛēhī kahē̃gē .

196Only the emperors and empresses are called conquerors of the world; the subjects are not called that.

174Abhī daivī svarg key|kī sthāpanā hō rahī hai .

197The deity kingdom of heaven is now being established.

175Apnē liē jō karēgā sō pāyēgā .

198Whatever each one does, he receives the reward of that himself.

176Jitnā pāvan ban aurō̃ kō banāyēṅgē , bahut dān karnē vālē kō phal bhī tō miltā hai nā .

199To the extent that you become pure and make others pure, you accordingly receive the fruit of that, just as those who donate a lot also receive the fruit of that.

177Dān karnē vālē kā nām bhī hōtā hai . 178Dūsrē janm mē̃ alpkāl kā sukh pātē haĩ .

200Those who donate are remembered; they receive temporary happiness in their next birth.

179Yahā̃ tō 21 janm key|kī bāt hai .

201Here, it is a matter of 21 births.

180Pāvan duniyā kā mālik bannā hai .

202You have to become the masters of the pure world.

181Jō pāvan banē thē vahī banē̃gē .

203Only those who became pure previously will become pure again.

182Chaltē-chaltē māyā chamāṭ mār ēkdam girā dētī hai .

204Whilst you continue on this path, Maya punches you and you fall right down.

183Māyā bhī cum|kam duśhtar nahī̃ hai .

205Maya is no less powerful.

1848-10 varṣh pavitra rahā , pavitratā par jhagaṛā|jhagṛā huā , dūsrō̃ kō bhī girnē sē bachāyā aur phir khud gir paṛā .

206Even after staying pure for eight to ten years, even after battling for purity, even after saving others from falling, they themselves fall.

185Takdīr kahē̃gē nā .

207This would be called destiny.

186Bāp kā bankar phir māyā kā ban jātē haĩ tō duśhman hō gayā nā .

208After belonging to the Father, they belong to Maya. 209Therefore, they become enemies.

187Khudā dost key|kī bhī ēk kahānī hai nā .

210There is a story about someone who became God's friend.

188Bāp ākar bachchō̃ kō pyār kartē haĩ , sākṣhātkār karātē haĩ , bigar kōī bhakti karnē K|kē bhī sākṣhātkār hōtā hai .

211The Father comes and gives love to you children and also gives you visions. 212Some had visions without performing devotion.

189Tō dost banāyā nā .

213Therefore, He made you His friends.

190Kitnē sākṣhātkār hōtē thē phir jādū samajh haṅgāmā karnē lagē tō band kar diyā phir pichhāṛī mē̃ tum bahut sākṣhātkār kartē rahē̃gē .

214Many used to have a lot of visions, but people caused so much upheaval because they thought that you were casting spells on them, so the visions were stopped. 215At the end, you will again continue to have many visions.

191Āgē kitnā mazā hōtā thā .

216Earlier, you used to enjoy yourselves so much.

192Vah dēkhtē-dēkhtē bhī kitnē kaṭ hō gayē .

217Even after seeing all of those visions, many left.

193Bhaṭṭhī sē kōī īṭē̃ pak kar nikalī , kōī kuchh kachchī rah gaī . 194Kōī tō ēkdam ṭūṭ paṛē .

218Some bricks emerged from the furnace fully baked whereas others emerged weak; some even crumbled to dust.

195Kitnē chalē gayē .

219So many left and went away.

196Abhī vah lakhpati , karōṛpati ban gayē haĩ .

220They have now become millionaires and billionaires.

197Samajhtē haĩ ham tō svarg mē̃ baiṭhē haĩ . 198Ab svarg yahā̃ kaisē hō saktā hai .

221They think that they are now sitting in heaven, but how could heaven exist here?

199Svarg tō hōtā hī hai naī duniyā mē̃ .

222Heaven can only exist in the new world.

200Achchhā  !

223Achcha.

201Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

224To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

202Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

225The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

203Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

226Essence for dharna:

2041 ) apnī ūñchī takdīr banānē kē liē merciful ban paṛhnā aur paṛhānā hai .

227 1. In order to make your fortune elevated, become merciful and study this knowledge and also teach it to others.

205Kabhī bhī kisī ādat K|kē vaśh hō apnā register kharāb nahī̃ karnā hai .

228Never spoil your register by becoming influenced by a bad habit.

2062 ) manuṣhya sē dēvtā bannē kē liē mukhya hai pavitratā isliē kabhī bhī patit ban apnī buddhi kō malīn nahī̃ karnā hai .

229 2. In order to become a deity from an ordinary human, the main thing you have to imbibe is purity. 230Therefore, never become impure or make your intellect dirty.

207Aisā karma na hō jō dil andar khātī rahē , paśhchātāp karnā paṛē .

231Never perform any action that would cause your conscience to bite you and for which you would have to repent.

Blessing

208Vardān  : bījrūp sthiti dvārā sārē viśhva kō light kā pānī dēnē vālē viśhva kalyāṇkārī bhav

232Blessing: May you be a world benefactor and give the world the water of light with your seed stage.

209Bījrūp stage sabsē powerful stage hai yahī stage light house kā kārya kartī hai , issē sārē viśhva mē̃ light phailānē kē nimitt bantē hō .

233 The seed stage is the most powerful stage and this stage works like a lighthouse. 234With this stage, you can become an instrument to spread light into the whole world.

210Jaisē bīj dvārā svataḥ hī sārē vr̥ikṣha kō pānī mil jātā hai aisē jab bījrūp stage par sthit rahtē hō tō viśhva kō light kā pānī miltā hai .

235Just as a whole tree automatically receives water through the roots, in the same way, when you remain stable in the seed stage, the world receives the water of light.

211Lēkin sārē viśhva tak apnī light phailānē kē liē viśhva kalyāṇkārī key|kī powerful stage chāhiē .

236However, in order to make your light reach the whole world, you need to have the powerful stage of being a world benefactor.

212Iskē liē light house banō na ki bulb .

237For this, become a lighthouse, not a bulb.

213Her|har saṅkalp mē̃ smr̥iti rahē ki sārē viśhva kā kalyāṇ hō .

238In every thought, have the awareness of benefitting the whole world.

Slogan

214Slōgan  : adjust hōnē key|kī śhakti nājuk samay par pass with honour banā dēgī .

239Slogan: The power to adjust will enable you to pass with honours at the right time.

240*** Om Shanti ***

215Avyakt iśhārē - satyatā aur sabhyatā rūpī culture kō apnāō

241Avyakt Signal: Adopt the culture of truth and good manners

216Paramātma pratyakṣhatā kā ādhār satyatā hai .

242The basis of God's revelation is truth.

217Satyatā sē hī pratyakṣhatā hōgī - ēk svayã K|kē sthiti key|kī satyatā , dūsrī sēvā key|kī satyatā .

243Revelation will only take place through the truth. 244One is the truth of your own stage, the second is the truth of service.

218Satyatā kā ādhār hai - svachchhatā aur nirbhayatā .

245The basis of truth is cleanliness and fearlessness.

219In dōnō̃ dhārṇāō̃ K|kē ādhār sē satyatā dvārā paramātma pratyakṣhatā kē nimitt banō .

246On the basis of the inculcation of both of these, you can become an instrument to reveal God through the truth.

220Kisī bhī prakār key|kī asvachchhatā arthāt zarā bhī sachchāī saphāī key|kī kamī hai tō kartavya key|kī siddhi nahī̃ hō saktī .

247If there is any type of uncleanliness, that is, if there is even the slightest lack of truth or cleanliness, there cannot be success in the task of revelation.