शनिवार 8 मार्च 2025 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

008-03-2025 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 08/03/25 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - rūhānī service kar apnā aur dūsrō̃ kā kalyāṇ karō , bāp sē sachchī dil rakhō tō bāp key|kī dil par chaṛh jāyēṅgē ' '

1Essence: Sweet children, do spiritual service and benefit yourselves and others. 2Keep your hearts true to the Father and you will be seated in the Father's heart.

Question

2Praśhna  : dēhī-abhimānī bannē key|kī mēhnat kaun kar saktē haĩ  ?

3Question: Which children are able to make the effort to remain soul conscious?

3Dēhī-abhimānī key|kī niśhāniyā̃ sunāō  ?

4What are the signs of those who are soul conscious?

Answer

4Uttar  : jinkā paṛhāī sē aur bāp sē aṭūṭ pyār hai vah dēhī-abhimānī bannē key|kī mēhnat kar saktē haĩ .

5Answer: Those who have unbroken love for this study and the Father are able to make the effort to become soul conscious.

5Vah śhītal hōṅgē , kisī sē bhī adhik bāt nahī̃ karē̃gē , unkā bāp sē love hōgā , chalan baṛī royal hōgī .

6They remain cool. 7They do not talk too much. 8They love the Father and their behaviour is very royal.

6Unhē̃ naśhā rahtā ki hamē̃ bhagvān paṛhātē haĩ , ham unkē bachchē haĩ .

9They have this intoxication: “God is teaching us and we are His children.”

7Vah sukhdāī hōṅgē . 8Her|har kadam śhrīmat par uṭhāyēṅgē .

10They give happiness to others and take every step according to shrimat.

Murli

9Ōm śhānti .

11Om shanti.

10Bachchō̃ kō service samāchār bhī sunnā chāhiē phir mukhya-mukhya jō mahārathī serviceable haĩ unhō̃ kō rāy nikālnī chāhiē .

12You children have to listen to service news and the main serviceable maharathis should also then give advice.

11Bābā jāntē haĩ serviceable bachchō̃ kā hī vichār sāgar manthan chalēgā . 12Mēlē vā pradarśhanī key|kī opening kissē karāyē̃  ! 13Kyā-kyā point sunānī chāhiē .

13Baba knows that it is only the serviceable children who will churn and think about who should be asked to inaugurate an exhibition or a fair and what points, etc. should be explained to them.

14Śhaṅkarāchārya ādi agar tumhārī is bāt kō samajh gayē tō kahē̃gē yahā̃ key|kī knowledge tō bahut ūñchī hai .

14If Shankaracharya, etc. were to understand these things, they would say that your knowledge is very elevated and that it must definitely be someone very clever who is teaching you.

15Inhō̃ kō paṛhānē vālā kōī tīkhā dikhtā hai . 16Bhagvān paṛhātē haĩ , vah tō mānē̃gē nahī̃ .

15However, they wouldn't believe that it is God who is teaching you.

17Tō pradarśhanī ādi kā udghāṭan karnē jō ātē haĩ unkō kyā-kyā samjhātē haĩ , vah samāchār sabkō batānā chāhiē yā tō tape mē̃ short mē̃ bharnā chāhiē . 18Jaisē gaṅgē nē śhaṅkarāchārya kō samjhāyā , aisē-aisē serviceable bachchē tō bāp key|kī dil par chaṛhtē haĩ .

16Therefore, the points that are explained to those who come to inaugurate your exhibitions have to be shared with everyone. 17Or, they can be recorded in brief on a tape, just as when Dadi Ganga explained to Shankaracharya. 18Such serviceable children are able to sit in the Father's heart.

19Yū̃ tō sthūl service bhī hai parantu bābā kā attention rūhānī service par jāyēgā , jō bahutō̃ kā kalyāṇ kartē haĩ . 20Bhal kalyāṇ tō her|har bāt mē̃ haĩ .

19There is also physical service, but Baba's attention is drawn to the spiritual service that benefits many, although there is benefit in every aspect.

21Brahmābhōjan banānē mē̃ bhī kalyāṇ hai , agar yōgyukt hō banāyē̃ .

20There is also benefit when you prepare Brahma bhojan, but only if you are yogyukt when you are preparing it.

22Aisā yōgyukt bhōjan banānē vālā hō tō bhaṇḍārē mē̃ baṛī śhānti hō . 23Yād kī yātrā par rahē . 24Kōī bhī āyē tō jhaṭ unkō samjhāyē .

21If those who prepare the food remained yogyukt and stayed on the pilgrimage of remembrance, there would be a lot of peace in the kitchen; they would instantly be able to explain this knowledge to anyone who comes.

25Bābā samajh saktē haĩ - serviceable bachchē kaun haĩ , jō dūsrō̃ kō bhī samjhā saktē haĩ unhō̃ kō hī aksar karkē service par bulātē bhī haĩ .

22Baba understands which children are serviceable. 23Only those who are able to explain to others are usually invited to do service.

26Tō service karnē vālē hī bāp key|kī dil par chaṛhē rahtē haĩ .

24Only those who do service can be seated in the Father's heart.

27Bābā kā attention sārā serviceable bachchō̃ taraph hī jātā hai .

25The whole of Baba's attention is drawn to the serviceable children.

28Kaī tō sammukh murlī suntē huē bhī kuchh samajh nahī̃ saktē . 29Dhārṇā nahī̃ hōtī kyōṅki ādhākalp K|kē dēh-abhimān key|kī bīmārī baṛī kaṛī hai .

26Some children are not able to understand anything. 27Even though they listen to the murlis directly, they’re not able to imbibe anything, because the illness of half a cycle’s body consciousness is very severe.

30Uskō miṭānē kē liē bahut thōṛē haĩ jō achchhī rīti purūṣhārth kartē haĩ .

28There are very few who make effort well enough to finish it.

31Bahutō̃ sē dēhī-abhimānī bannē key|kī mēhnat pahũchtī nahī̃ hai .

29Many are unable to make the effort to become soul conscious.

32Bābā samjhātē haĩ - bachchē , dēhī-abhimānī bannā baṛī mēhnat hai .

30Baba explains: Children, it takes great effort to become soul conscious.

33Bhal kōī chart bhī bhēj dētē haĩ parantu pūrā nahī̃ . 34Phir bhī kuchh attention rahtā hai .

31Although some children do send their charts here, they are incomplete, but at least they are paying some attention.

35Dēhī-abhimānī bannē kā attention bahutō̃ kā cum|kam rahtā hai .

32Many of you pay very little attention to becoming soul conscious.

36Dēhī-abhimānī baṛē śhītal hōṅgē .

33Those who are soul conscious remain very cool.

37Vah itnā jāstī bātchīt nahī̃ karē̃gē .

34They do not talk too much.

38Unhō̃ kā bāp sē love aisā hōgā jō bāt mat pūchhō .

35Their love for the Father is such, don't even ask!

39Ātmā kō itnī khuśhī hōnī chāhiē jō kabhī kōī manuṣhya kō na hō .

36Those souls have such happiness that no human beings could have.

40In lakṣhmī-nārāyaṇ kō tō gyān hai nahī̃ .

37Lakshmi and Narayan do not have this knowledge.

41Gyān tum bachchō̃ kō hī hai , jinkō bhagvān paṛhātē haĩ .

38Only you children, whom God is teaching, have this knowledge.

42Bhagvān hamkō paṛhātē haĩ , yah naśhā bhī tumhārē mē̃ kōī ēk-dō kō rahtā hai .

39Out of all of you, only one or two have the intoxication that God is teaching you.

43Vah naśhā hō tō bāp kī yād mē̃ rahē̃ , jiskō dēhī-abhimānī kahā jātā hai .

40When you have this intoxication, you can stay in remembrance of the Father. 41This is called soul consciousness.

44Parantu vah naśhā nahī̃ rahtā hai .

42However, that intoxication doesn't remain.

45Yād mē̃ rahnē vālē key|kī chalan baṛī achchhī royal hōgī .

43The behaviour of those who stay in remembrance is very good and royal.

46Ham bhagvān K|kē bachchē haĩ isliē gāyan bhī hai - atīndriya sukh gōp-gōpiyō̃ sē pūchhō , jō dēhī-abhimānī hō bāp kō yād kartē haĩ .

44We are the children of God, and this is why there is the saying: “Ask the gopes and gopis about supersensuous joy.” 45They are the ones who are soul conscious and who remember the Father.

47Yād nahī̃ kartē haĩ isliē śhivbābā K|kē dil par nahī̃ chaṛhtē haĩ .

46Those who don’t stay in remembrance are unable to sit in Shiv Baba's heart.

48Śhivbābā K|kē dil par nahī̃ tō dādā K|kē bhī dil par nahī̃ chaṛh saktē .

47Anyone who is not seated in Shiv Baba's heart is also unable to sit in Dada's heart.

49Unkē dil par hōṅgē tō jarūr inkē dil par bhī hōṅgē .

48If someone is seated in that One's heart, he must definitely be seated in this one's heart too.

50Bāp har ēk kō jāntē haĩ .

49The Father knows each one of you.

51Bachchē khud bhī samajhtē haĩ ki ham kyā service kartē haĩ .

50You children can understand for yourselves how much service you do.

52Service kā śhauk bachchō̃ mē̃ bahut hōnā chāhiē .

51You children should have a lot of interest in doing service.

53Kōī kō centre jamānē kā bhī śhauk rahtā hai . 54Kōī kō chitra banānē kā śhauk rahtā hai .

52Some are interested in establishing a centre and others have an interest in making pictures.

55Bāp bhī kahtē haĩ - mujhē gyānī tū ātmā bachchē pyārē lagtē haĩ , jō bāp kī yād mē̃ bhī rahtē haĩ aur service karnē kē liē bhī phathaktē rahtē haĩ .

53The Father says: I love the enlightened souls who stay in remembrance of the Father and who are also keen to do service.

56Kōī tō bilkul hī service nahī̃ kartē haĩ , bāp kā kahnā bhī nahī̃ māntē haĩ .

54Some do not do any service at all; they don't even listen to the Father.

57Bāp tō jāntē haĩ nā - kahā̃ kiskō service karnī chāhiē .

55The Father knows where someone should do service.

58Parantu dēh-abhimān K|kē kāraṇ apnī mat par chaltē haĩ tō vah dil par nahī̃ chaṛhtē haĩ .

56However, because of their body consciousness, they follow the dictates of their own minds, so they’re unable to sit in the Father's heart.

59Agyān kāl mē̃ bhī kōī bachchā badchalan vālā hōtā hai tō bāp key|kī dil par nahī̃ rahtā hai . 60Unkō kapūt samajhtē haĩ .

57On the path of ignorance, if a child's activity is bad, he is considered unworthy and is not able to sit in his father's heart.

61Saṅgdōṣh mē̃ kharāb hō paṛtē haĩ .

58They become bad by being influenced by bad company.

62Yahā̃ bhī jō service kartē haĩ vahī bāp kō pyārē lagtē haĩ .

59Here, too, the Father loves those who do service.

63Jō service nahī̃ kartē unkō bāp pyār thōṛēhī karē̃gē .

60The Father would not love those who don’t do service.

64Samajhtē haĩ takdīr anusār hī paṛhē̃gē , phir bhī pyār kis par rahēgā  ?

61He understands that all of you study according to your fortune but, nevertheless, whom would He love?

65Vah tō kāydā hai nā . 66Achchhē bachchō̃ kō bahut pyār sē bulāyēṅgē .

62It is the law that good children are invited somewhere with a lot of love.

67Kahē̃gē tum bahut sukhdāī hō , tum pitā snēhī hō .

63He would say: You give a lot of happiness. 64You have a lot of love for the Father.

68Jō bāp kō yād hī nahī̃ kartē unkō pitā snēhī thōṛēhī kahē̃gē .

65Those who do not remember the Father would not be called ones who love the Father.

69Dādā snēhī nahī̃ bannā hai , snēhī bannā hai bāp sē .

66You must not become those who love Dada.

70Jō bāp kā snēhī hōgā unkā bōlchāl baṛā mīṭhā sundar rahēgā .

67Your love must be for the Father. 68The words and behaviour of those who love the Father will be very sweet and beautiful.

71Vivēk aisā kahtā hai - bhal time hai parantu śharīr par kōī bharōsā thōṛēhī hai .

69Reason says that although there is time, you cannot trust your bodies.

72Baiṭhē-baiṭhē accident hō jātē haĩ .

70Sometimes, there is suddenly an accident, just like that.

73Kōī heartfail hō jātē haĩ .

71Sometimes, someone has heart failure.

74Kiskō rōg lag jātā hai , maut tō achānak hō jātā hai nā isliē śhvāṅs par tō bharōsā nahī̃ hai .

72Sometimes, someone falls ill. 73Death takes place suddenly. 74This is why you cannot trust your breath.

75Natural calamities key|kī bhī abhī practice hō rahī hai .

75Natural calamities are practising at present.

76Bigar time barsāt paṛnē sē bhī nuksān kar dētī hai .

76A lot of damage is caused when it rains out of season.

77Yah duniyā hī duḥkh dēnē vālī hai .

77This world is one that causes suffering.

78Bāp bhī aisē samay par ātē haĩ jabki mahān duḥkh hai , rakt key|kī nadiyā̃ bhī bahnī haĩ .

78It is at this time, when there is great suffering, that the Father comes. 79Rivers of blood will flow too.

79Kōśhiśh karnā chāhiē - ham apnā purūṣhārth kar 21 janmō̃ kā kalyāṇ tō kar lēvē̃ .

80Try to make effort so that you can bring benefit to yourselves for 21 births.

80Bahutō̃ mē̃ apnā kalyāṇ karnē kā phurnā bhī dikhāī nahī̃ paṛtā hai .

81Concern for bringing benefit to oneself is not visible in many of you.

81Bābā yahā̃ baiṭh murlī chalātē haĩ tō bhī buddhi serviceable bachchō̃ taraph rahtī hai .

82Although Baba is sitting here conducting the murli, His intellect is drawn to the serviceable children.

82Ab śhaṅkarāchārya kō pradarśhanī mē̃ bulāyā hai , nahī̃ tō yah lōg aisē kahā̃ jātē nahī̃ haĩ .

83You have now invited Shankaracharya to the exhibition. 84Generally, those people do not go anywhere just like that.

83Baṛē ghamaṇḍ sē rahtē haĩ , tō unhō̃ kō mān bhī dēnā paṛē .

85They live with a lot of arrogance, and so they have to be given respect.

84Ūpar siṃhāsan par biṭhānā paṛē .

86You have to seat them on a throne that is higher than anyone else’s seat.

85Aisē nahī̃ , sāth mē̃ baiṭh saktē haĩ .

87It isn't that you are allowed to sit with them; no.

86Nahī̃ , regard unhō̃ kō bahut chāhiē .

88They want to be given a lot of regard.

87Nirmāṇ hō tō phir chāndī ādi kā siṃhāsan bhī chhōṛ dē̃ .

89If they were humble, they would even give up their silver thrones, etc.

88Bāp dēkhō kaisē sādhāraṇ rahtē haĩ .

90Just look how the Father lives with so much simplicity!

89Kōī bhī jāntē nahī̃ .

91No one knows Him.

90Tum bachchō̃ mē̃ bhī kōī virlē jāntē haĩ .

92Amongst you children, too, very few of you recognise Him.

91Kitnā nirahaṅkārī bāp hai .

93The Father is so egoless.

92Yah tō bāp aur bachchē kā sambandh hai nā .

94This is the relationship between the Father and the children.

93Jaisē laukik bāp bachchō̃ kē sāth rahtē , khātē khilātē haĩ , yah hai bēhad kā bāp .

95Just as a physical father lives with his children, eats with them and feeds them, similarly, this is the unlimited Father.

94Sannyāsiyō̃ ādi kō bāp kā pyār nahī̃ miltā hai .

96Sannyasis, etc. do not receive the Father’s love.

95Tum bachchē jāntē hō kalp-kalp hamkō bēhad K|kē bāp kā pyār miltā hai .

97You children know that you receive love from the unlimited Father every cycle.

96Bāp gul-gul ( fool|phūl ) banānē key|kī bahut mēhnat kartē haĩ . 97Parantu drama anusār sab tō gul-gul bantē nahī̃ haĩ .

98The Father makes a lot of effort to make you beautiful but, according to the drama, not everyone becomes beautiful.

98Āj bahut achchhē-achchhē kal vikārī hō jātē haĩ .

99Today, someone may be very good, whereas tomorrow, he would become vicious.

99Bāp kahē̃gē takdīr mē̃ nahī̃ hai tō aur kyā karē̃gē .

100The Father would say that it is not in his fortune; what else can one do?

100Bahutō̃ key|kī gandī chalan hō paṛtī hai . 101Āgyā kā ullaṅghan kartē haĩ .

101Many behave very badly; they disobey His orders.

102Īśhvar key|kī mat par bhī nahī̃ chalē̃gē tō unkā kyā hall|hāl hōgā  !

102What would become of someone who doesn’t follow the directions of God?

103Ūñch tē ūñch bāp hai , aur tō kōī hai nahī̃ .

103The Father is the Highest on High; there is no one higher.

104Phir dēvtāō̃ K|kē chitrō̃ mē̃ dēkhē̃gē tō yah lakṣhmī-nārāyaṇ hī ūñch tē ūñch haĩ . 105Parantu manuṣhya yah bhī nahī̃ jāntē ki inhō̃ kō aisā kisnē banāyā .

104Look at the images of the deities. 105Lakshmi and Narayan are the highest of all, but people don’t know who made them become like that.

106Bāp tum bachchō̃ kō rachtā aur rachnā key|kī knowledge achchhī rīti baiṭh samjhātē haĩ .

106The Father sits here and very clearly explains to you this knowledge of the Creator and creation.

107Tumkō tō apnā śhāntidhām , sukhdhām hī yād ātā hai .

107You only remember your land of peace and your land of happiness.

108Service karnē vālō̃ K|kē nām smr̥iti mē̃ ātē haĩ .

108The names of those who do service are remembered.

109Jarūr jō bāp K|kē āgyākārī bachchē hōṅgē , unkē taraph hī dil jāyēgī .

109One’s heart would definitely be drawn to the obedient children who obey the Father's directions.

110Bēhad kā bāp ēk hī bār ātē haĩ .

110The unlimited Father only comes once.

111Vah laukik bāp tō janma-janmāntar miltā hai .

111You have physical fathers birth after birth.

112Satyug mē̃ bhī miltā hai . 113Parantu vahā̃ yah bāp nahī̃ miltā hai .

112You also have physical fathers in the golden age, but you do not have this Father there.

114Abhī key|kī paṛhāī sē tum pad pātē hō .

113You receive your status there by studying at this time.

115Yah bhī tum bachchē hī jāntē hō ki bāp sē ham naī duniyā kē liē paṛh rahē haĩ .

114Only you children know that you are studying with the Father for the new world.

116Yah buddhi mē̃ yād rahnā chāhiē .

115Keep this in your intellects.

117Hai bahut sahaj .

116It is very easy.

118Samjhō bābā khēl rahē haĩ , anāyās kōī ā jātē haĩ tō bābā jhaṭ vahā̃ hī unkō knowledge dēnē lag paṛē̃gē . 119Bēhad K|kē bāp kō jāntē hō  ?

117For instance, when Baba is playing with you children and, by chance, someone comes, the Father would start to give him this knowledge there and then: Do you know the unlimited Father?

120Bāp āyē haĩ purānī duniyā kō naī banānē .

118The Father has come to make the old world new.

121Rājyōg sikhlātē haĩ .

119He teaches Raja Yoga.

122Bhāratvāsiyō̃ kō hī sikhlānā hai .

120It is the people of Bharat who have to be taught this.

123Bhārat hī svarg thā . 124Jahā̃ in dēvī-dēvatāō̃ kā rājya thā .

121Only Bharat was heaven; it was the kingdom of the deities there.

125Abhī tō nark hai .

122At present, it is hell.

126Nark sē phir svarg bāp hī banāyēṅgē .

123Only the Father can change hell into heaven.

127Aisī-aisī mukhya bātē̃ yād kar kōī bhī āyē tō unkō baiṭh samjhāō . 128Tō kitnā khuśh hō jāē .

124You have to remember these main things and explain them to anyone who comes, so that they too would become very happy.

129Sirph bōlō bāp āyā huā hai .

125Simply tell them: “The Father has come.

130Yah vahī mahābhārat laṛāī hai jō gītā mē̃ gāī huī hai .

126This is the same Mahabharat War that is remembered in the Gita.

131Gītā kā bhagvān āyā thā , gītā sunāī thī .

127The God of the Gita came and spoke the knowledge of the Gita.

132Kisliē  ?

128For what?

133Manuṣhya kō dēvtā banānē .

129To change human beings into deities.”

134Bāp sirph kahtē haĩ mujh bāp kō aur varsē kō yād karō .

130The Father simply says: Remember Me, your Father, and your inheritance.

135Yah duḥkhdhām hai .

131This is the land of sorrow.

136Itnā buddhi mē̃ yād rahē tō bhī khuśhī rahē .

132Even if you keep this much in your intellects, you will have great happiness.

137Ham ātmā bābā kē sāth jānē vālī haĩ śhāntidhām .

133We souls are going to return to that land of peace with Baba.

138Phir vahā̃ sē part bajānē āyēṅgē pahlē-pahlē sukhdhām mē̃ .

134First of all, we go down from there to the land of happiness to play our parts.

139Jaisē college mē̃ paṛhtē haĩ tō samajhtē haĩ ham yah-yah paṛhtē haĩ phir yah banē̃gē .

135When someone is studying at a college, he understands what he is studying and what he is going to become.

140Barrister banē̃gē vā pulis superintendent banē̃gē , itnā paisā kamāyēṅgē .

136"I will become a barrister or a police superintendent and I will earn this much money."

141Khuśhī kā pārā chaṛhā rahēgā .

137His mercury of happiness remains high.

142Tum bachchō̃ kō bhī yah khuśhī rahnī chāhiē . 143Ham bēhad K|kē bāp sē yah varsā pātē haĩ phir ham svarg mē̃ apnē mahal banāyēṅgē .

138You children also have this happiness: “We are claiming this inheritance from the unlimited Father and we will then build our own palaces in heaven.”

144Sārā din buddhi mē̃ yah chintan rahē tō khuśhī bhī hō .

139If your intellects churn this throughout the day, you will have great happiness.

145Apnā aur dūsrō̃ kā bhī kalyāṇ karē̃ .

140You will benefit yourselves and others.

146Jin bachchō̃ kē pās gyān dhan hai unkā farj hai dān karnā .

141It is the duty of the children who have the wealth of this knowledge to donate it.

147Agar dhan hai , dān nahī̃ kartē haĩ tō unhē̃ manhūs kahā jātā hai .

142Someone who has wealth and doesn’t donate it is called a miser.

148Unkē pās|pass dhan hōtē bhī jaisēki hai hī nahī̃ .

143Although he has wealth, it is as though he has none.

149Dhan hō tō dān jarūr karē̃ .

144Someone who has wealth should definitely donate it.

150Achchhē-achchhē mahārathī bachchē jō haĩ vah sadaiv bābā key|kī dil par chaṛhē rahtē haĩ .

145Good maharathi children are constantly seated in the Father's heart.

151Kōī-kōī kē liē khyāl rahtā hai - yah śhāyad ṭūṭ paṛē . 152Circumstance aisē haĩ .

146There is the concern about some that they won’t perhaps be able to continue; there are such circumstances.

153Dēh kā ahaṅkār bahut chaṛhā huā hai .

147There is a lot of arrogance of the body.

154Kōī bhī samay hāth chhōṛ dē̃ aur jākar apnē ghar mē̃ rahē .

148They might let go of Baba's hand at any moment and go back to live in their own homes.

155Bhal murlī bahut achchhī chalātē haĩ parantu dēh-abhimān bahut hai , thōṛā bhī bābā sāvadhānī dēgē tō jhaṭ ṭūṭ paṛē̃gē .

149Although some can conduct a murli very well, they have so much arrogance that, even if Baba were to caution them a little, they would be unable to continue.

156Nahī̃ tō gāyan hai - pyār karō chāhē ṭhukrāō … yahā̃ bābā right bāt kartē haĩ tō bhī gussā chaṛh jātā hai .

150On the other hand, there is the song, "Whether You beat us, or whether You reject us, we will not leave You." 151Here, even when Baba rightly tells someone something, that one becomes angry.

157Aisē-aisē bachchē bhī haĩ , kōī tō andar mē̃ bahut śhukriyā māntē haĩ , kōī andar jal martē haĩ .

152There are such children too. 153Some have a lot of gratitude inside, whereas others are burning inside.

158Māyā kā dēh-abhimān bahut hai .

154There is a lot of body consciousness due to Maya.

159Kaī aisē bhī bachchē haĩ jō murlī suntē hī nahī̃ haĩ aur kōī tō murlī bigar rah nahī̃ saktē .

155There are some children who do not even listen to the murlis, and there are also those who cannot remain without listening to a murli.

160Murlī nahī̃ paṛhtē haĩ tō apnā hī haṭh hai , hamārē mē̃ tō gyān bahut hai aur hai kuchh bhī nahī̃ .

156When someone doesn’t study the murlis, it indicates his own stubbornness and belief that he has a lot of this knowledge but, in fact, he has nothing.

161Tō jahā̃ śhaṅkarāchārya ādi pradarśhanī mē̃ ātē haĩ , service achchhī hōtī hai tō vah samāchār sabkō bhējnā chāhiē tō sabkō mālūm paṛē kaisē service huī tō vah bhī sīkhē̃gē .

157News of where good service takes place, or when Shankaracharya visits the exhibitions, should be sent to everyone so that everyone knows how service happened and that they too can learn.

162Aisī-aisī service kē liē jinkō khyālāt ātē haĩ unkō hī bābā serviceable samajhē̃gē .

158Baba considers those who have such thoughts for doing service to be serviceable children.

163Service mē̃ kabhī thaknā nahī̃ chāhiē .

159You must never get tired of doing service.

164Yah tō bahutō̃ kā kalyāṇ karnā hai nā .

160Here, you have to benefit many people.

165Bābā kō tō yahī ōnā rahtā hai , sabkō yah knowledge milē . 166Bachchō̃ key|kī bhī unnati hō .

161Baba has the concern that everyone must receive this knowledge, and that the children should also make progress.

167Rōz murlī mē̃ samjhātē rahtē haĩ - yah rūhānī service hai mukhya .

162He continues to explain in the murli every day that spiritual service is the main thing.

168Sunnā aur sunānā hai .

163You have to listen to it and relate it to others.

169Śhauk hōnā chāhiē .

164Let there be that interest.

170Badge lēkar rōz mandirō̃ mē̃ jākar samjhāō - yah lakṣhmī-nārāyaṇ kaisē banē̃  ?

165Take a badge and go to a temple every day and ask them: “How did Lakshmi and Narayan become this?

171Phir kahā̃ gayē , kaisē rājya-bhāgya pāyā  ?

166Where did they go afterwards? 167How did they attain their fortune of the kingdom?”

172Mandir K|kē dar par jākar baiṭhō .

168Go and sit on the doorstep of the temple.

173Kōī bhī āyē bōlō , yah lakṣhmī-nārāyaṇ kaun haĩ , kab inhō̃ kā bhārat mē̃ rājya thā  ?

169Ask anyone who comes: “Who are Lakshmi and Narayan and when did they rule in Bharat?”

174Hanūmān bhī juttiyō̃ mē̃ jākar baiṭhtā thā nā .

170Hanuman used to go and sit amongst the shoes.

175Uskā bhī rahasya hai nā .

171That too is significant.

176Taras paṛtā hai .

172There is the feeling of mercy.

177Service key|kī yuktiyā̃ bābā bahut batlātē haĩ , parantu amal mē̃ bahut kōī muśhkil lātē haĩ .

173Baba shows you many ways to do service, but hardly anyone puts them into practice.

178Service bahut hai .

174There is a lot of service to be done.

179Andhō̃ key|kī lāṭhī bannā hai .

175You have to become sticks for the blind.

180Jō service nahī̃ kartē , buddhi sāph nahī̃ hai tō phir dhārṇā nahī̃ hōtī hai .

176Those you don’t do service and have intellects that are not clean are unable to imbibe.

181Nahī̃ tō service bahut sahaj hai . 182Tum yah gyān ratnō̃ kā dān kartē hō .

177Otherwise, service is very easy to do; you donate jewels of this knowledge.

183Kōī sāhūkār āyē tō bōlō ham āpkō yah saugāt dētē haĩ . 184Inkā arth|earth bhī āpkō samjhātē haĩ .

178When a wealthy person comes, tell him: “We are giving you this gift and we’ll also explain the meaning of it.”

185In badges kā bābā kō bahut kadar hai .

179Baba places a lot of value on these badges.

186Aur kiskō itnā kadar nahī̃ hai .

180No one else has as much regard for them.

187Inmē̃ bahut achchhā gyān bharā huā hai . 188Parantu kiskī takdīr mē̃ nahī̃ hai tō bābā bhī kyā kar saktē haĩ .

181They are filled with a lot of very good knowledge but, if it is not in someone's fortune, what can Baba do?

189Bāp kō aur paṛhāī kō chhōṛnā - yah tō baṛē tē baṛā āpghāt hai .

182To leave Baba and this study is the greatest suicide.

190Bāp kā bankar aur phir phārkatī dēnā - is jaisā mahān pāp kōī hōtā nahī̃ .

183There is no sin greater than divorcing the Father after belonging to Him.

191Un jaisā kambakht kōī hōtā nahī̃ .

184There is no one more unfortunate than such ones.

192Bachchō̃ kō śhrīmat par chalnā chāhiē nā .

185You children have to follow shrimat.

193Tumkō buddhi mē̃ hai ham viśhva K|kē mālik bannē vālē haĩ , cum|kam bāt thōṛēhī hai .

186It is in your intellects that you are going to become the masters of the world. 187This is no small thing.

194Yād karē̃gē tō khuśhī bhī rahēgī .

188When you stay in remembrance, you will also remain happy.

195Yād na rahnē sē pāp bhasma nahī̃ hōṅgē .

189When you don’t remember Baba, your sins won’t be burnt away.

196Adopt huē tō khuśhī kā pārā chaṛhnā chāhiē .

190You have been adopted, and so your mercury of happiness has to rise.

197Parantu māyā bahut vighna ḍāltī hai .

191However, Maya causes many obstacles.

198Kachchō̃ kō girā dētī hai .

192She makes weak ones fall.

199Jō bāp key|kī śhrīmat hī nahī̃ lētē tō vah kyā pad pāyēṅgē .

193What status will those who do not take shrimat from the Father claim?

200Thōṛī mat lī tō phir aisā hī halkā pad pāyēṅgē .

194Someone who only obeys a few directions will claim a low status.

201Achchhī rīti mat lē̃gē tō ūñch pad pāyēṅgē .

195Someone who obeys very well will claim a high status.

202Yah bēhad key|kī rājdhānī sthāpan hō rahī hai .

196This unlimited kingdom is being established.

203Ismē̃ kharchē ādi key|kī bhī kōī bāt nahī̃ hai .

197There is no question of any expense, etc. in this.

204Kumāriyā̃ ātī haĩ , sīkhkar bahutō̃ kō āpsamān banātī haĩ , ismē̃ fee ādi key|kī bāt hī nahī̃ .

198Some kumaris come and, having studied, they make many others become similar to themselves. 199There is no question of fees, etc. in this.

205Bāp kahtē haĩ tumkō svarg kī bādśhāhī dētā hū̃ .

200The Father says: I give you the sovereignty of heaven.

206Maĩ svarg mē̃ bhī nahī̃ ātā hū̃ .

201I don't come into heaven.

207Śhivbābā tō dātā hai nā .

202Shiv Baba is the Bestower.

208Unkō kharchī kyā dēgē .

203What gift (monetary) would you give Him?

209Isnē sab kuchh unkō dē diyā , vāris banā diyā .

204This one gave everything to that One; he made Him his Heir.

210Ēvaj mē̃ dēkhō rājāī miltī hai nā .

205Just look at the kingdom he receives in return.

211Yah pahlā-pahlā misāl hai .

206He is the first example.

212Sārē viśhva par svarg key|kī sthāpanā hōtī hai . 213Kharchā pāī bhī nahī̃ .

207Heaven is established over the whole world without the expense of even a penny.

214Achchhā .

208Achcha.

215Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

209To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

216Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

210The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

217Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

211Essence for dharna:

2181 ) pitā snēhī bannē kē liē bahut-bahut sukhdāī bannā hai .

212 1. In order for the Father to have love for you, give a lot of happiness to others.

219Apnā bōl chāl bahut mīṭhā royal rakhnā hai . 220Serviceable bannā hai .

213Keep your words and behaviour very sweet and royal and become serviceable.

221Nirahaṅkārī ban sēvā karnī hai .

214Become egoless whilst doing service.

2222 ) paṛhāī aur bāp kō chhōṛkar kabhī āpghātī mahāpāpī nahī̃ bannā hai .

215 2. Never become a great sinner who commits suicide by leaving the Father and this study.

223Mukhya hai rūhānī service , is service mē̃ kabhī thaknā nahī̃ hai .

216Doing spiritual service is the main thing. 217Never tire of doing this service.

224Gyān ratnō̃ kā dān karnā hai , manhūs nahī̃ bannā hai .

218Donate the jewels of this knowledge. 219Don't be a miser.

Blessing

225Vardān  : sadā nijdhām aur nij svarūp key|kī smr̥iti sē uparām , nyārē pyārē bhav

220Blessing: May you be loving and detached and remain beyond by constantly having the awareness of your original land and your original form.

226Nirākārī duniyā aur nirākārī rūp key|kī smr̥iti hī sadā nyārā aur pyārā banā dētī hai .

221 Having the awareness of the incorporeal world and your incorporeal form makes you constantly detached and loving.

227Ham haĩ hī nirākārī duniyā K|kē nivāsī , yahā̃ sēvā arth|earth avatarit huē haĩ .

222You are residents of the incorporeal world and have incarnated here for the sake of serving.

228Ham is mr̥ityulōk K|kē nahī̃ lēkin avatār haĩ sirph yah chhōṭī see|sī|C bāt yād rahē tō uparām hō jāyēṅgē .

223You do not belong to this mortal world, but are just incarnations. 224If you simply remember this small thing, you can go beyond.

229Jō avatār na samajh gr̥ihasthī samajhtē haĩ tō gr̥ihasthī key|kī gāṛī kīchaṛ mē̃ phansī rahtī hai , gr̥ihasthī hai hī bōjh key|kī sthiti aur avatār bilkul halkā hai .

225Those who do not consider themselves to be incarnations but householders have their vehicles stuck in the mud. 226“A householder” means having the stage of being burdened, whereas an incarnation is completely light.

230Avatār samajhnē sē apnā nijī dhām nijī svarūp yād rahēgā aur uparām hō jāyēṅgē .

227By considering yourself to be an incarnation, you will remember your original land and your original form and will go beyond.

Slogan

231Slōgan  : brāhmaṇ vah hai jō śhuddhi aur vidhi pūrvak her|har kārya karē .

228Slogan: A Brahmin is one who performs every task with cleanliness and in the right way.

229*** Om Shanti ***

232Avyakt iśhārē - satyatā aur sabhyatā rūpī culture kō apnāō

230Avyakt Signal: Adopt the culture of truth and good manners

233Jō nirmān hōtā hai vahī nav-nirmāṇ kar saktā hai .

231Those who are humble will be able to work for the construction of the new world.

234Śhubh-bhāvnā vā śhubh-kāmnā kā bīj hī hai nimitt-bhāv aur nirmān-bhāv .

232To consider oneself an instrument and remain humble is the seed of good wishes and pure feelings.

235Had kā mān nahī̃ , lēkin nirmān .

233Instead of expecting any limited respect, remain humble.

236Ab apnē jīvan mē̃ satyatā aur sabhyatā K|kē saṅskār dhāraṇ karō .

234Now inculcate new sanskars of good manners and truth into your life.

237Yadi na chāhtē huē bhī kabhī krōdh yā chiṛchiṛāpan ā jāē tō dil sē kahō «  mīṭhā bābā ' ' , tō extra madad mil jāyēgī .

235If anger or irritation emerges against your will, say, “My Baba”, from your heart and you will receive extra help.