मंगलवार 18 मार्च 2025 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
018-03-2025 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 18/03/25 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - is samay tumhārī yah jīvan bahut-bahut amūlya hai kyōṅki tum had sē nikal bēhad mē̃ āyē hō , tum jāntē hō ham is jagat kā kalyāṇ karnē vālē haĩ ' '
1Essence: Sweet children, at this present time, this life of yours is extremely valuable because you have come out of the limited and gone into the unlimited. 2You know that you are the ones who benefit this world.
Question
2Praśhna : bāp K|kē varsē kā adhikār kis purūṣhārth sē prāpt hōtā hai ?
3Question: By making which effort do you claim a right to the Father's inheritance?
Answer
3Uttar : sadā bhāī kī dr̥iṣhṭi rahē . 4Strī-puruṣh kā jō bhān hai vah nikal jāē , tab bāp K|kē varsē kā pūrā adhikār prāpt hō .
4Answer: Only by constantly maintaining the vision of brotherhood and removing all consciousness of man and woman can you claim a full right to the Father's inheritance.
5Parantu strī-purūṣh kā bhān vā yah dr̥iṣhṭi nikalnā baṛā muśhkil hai .
5However, it is very difficult to remove the consciousness and vision of man and woman.
6Iskē liē dēhī-abhimānī bannē kā abhyās chāhiē .
6For this, you need to practise remaining soul conscious.
7Jab bāp K|kē bachchē banē̃gē tab varsā milēgā .
7When you become a child of the Father, you receive the inheritance.
8Ēk bāp kī yād sē satōpradhān bannē vālē hī mukti-jīvanmukti kā varsā pātē haĩ .
8Only those who become satopradhan by having remembrance of the one Father can claim the inheritance of liberation and liberation-in-life.
Song
9Gīt : ākhir vah din āyā āj …
9Song: At last the day for which we had been waiting has come.
Murli
10Ōm śhānti .
10Om shanti.
11Bachchē yah jāntē haĩ ōm mānā aham ātmā mam śharīr .
11You children know that "om" means, “I am a soul and this is my body.”
12Abhī tum is drama kō , sr̥iṣhṭi chakra kō aur is sr̥iṣhṭi chakra K|kē jānnē vālē bāp kō jān gayē hō kyōṅki chakra kō jānnē vālē kō rachtā hī kahē̃gē .
12You now know this drama, the world cycle and the Father who has the knowledge of this world cycle. 13You call the One who has this knowledge of the world cycle the Creator.
13Rachtā aur rachnā kō aur kōī bhī nahī̃ jāntē haĩ .
14No one else knows the Creator or His creation.
14Bhal paṛhē-likhē baṛē-baṛē vidvān-paṇḍit ādi haĩ . 15Unhē̃ apnā ghamaṇḍ tō rahtā hai nā . 16Parantu unkō yah patā nahī̃ hai , kahtē bhī haĩ gyān , bhakti aur vairāgya .
15Although there are very many great, learned scholars and pundits etc. who are proud of their knowledge, none of them knows any of this. 16They speak of knowledge, worship and disinterest.
17Ab yah 3 chījē̃ hō jātī haĩ , inkā bhī arth|earth nahī̃ samajhtē .
17There are these three things now, but they do not understand their meanings.
18Sannyāsiyō̃ kō vairāgya ātā hai ghar sē .
18Sannyasis have disinterest in their families.
19Unhō̃ kō bhī ūñch aur nīñch key|kī īrṣhyā rahtī hai .
19They too are jealous about having a high or low status.
20Yah ūñch kul kā hai , yah madhyam kul kā hai - is par unhō̃ kā bahut chaltā hai .
20They make a lot of fuss about someone belonging to a high clan and someone else belonging to a middle-class clan.
21Kumbha K|kē mēlē mē̃ bhī unhō̃ kā bahut jhagaṛā hō paṛtā hai ki pahlē kiskī savārī chalē .
21Even at the kumbha melas, there is a lot of argument about whose chariot should go first.
22Is par bahut laṛtē haĩ phir pulis ākar chhuṛātī hai .
22They fight amongst themselves a lot because of this and the police then have to come and separate them.
23Tō yah bhī dēh-abhimān huā nā .
23This too is body consciousness.
24Duniyā mē̃ jō bhī manuṣhya mātra haĩ , sab haĩ dēh-abhimānī .
24All human beings in the world are body conscious.
25Tumkō tō ab dēhī-abhimānī bannā hai .
25You now have to become soul conscious.
26Bāp kahtē haĩ dēh-abhimān chhōṛō , apnē kō ātmā samjhō .
26The Father says: Renounce body consciousness and consider yourselves to be souls.
27Ātmā hī patit banī hai , usmē̃ khād paṛī hai .
27It is souls who have become impure and have alloy mixed in them.
28Ātmā hī satōpradhān , tamōpradhān bantī hai .
28It is souls who become satopradhan and tamopradhan.
29Jaisī ātmā vaisā śharīr miltā hai .
29As is a soul, so the body he receives.
30Śhrīkr̥iṣhṇa key|kī ātmā sundar hai tō śharīr bhī bahut sundar hōtā hai , unkē śharīr mē̃ bahut kaśhiśh hōtī hai .
30Shri Krishna’s soul is beautiful and so his body is also very beautiful. 31His body has great attraction.
31Pavitra ātmā hī kaśhiśh kartī hai .
32A pure soul has that attraction.
32Lakṣhmī-nārāyaṇ key|kī itnī mahimā nahī̃ hai , jaisē śhrīkr̥iṣhṇa kī hai kyōṅki śhrīkr̥iṣhṇa tō pavitra chhōṭā bachchā hai .
33There isn't as much praise of Lakshmi and Narayan as there is of Shri Krishna because Shri Krishna is a small, pure child.
33Yahā̃ bhī kahtē haĩ chhōṭā bachchā aur mahātmā ēk samān hai .
34Here, too, they say that a child and a mahatma are equal.
34Mahātmāyē̃ tō phir bhī jīvan kā anubhav kar phir vikārō̃ kō chhōṛtē haĩ .
35Even then, mahatmas renounce vice after they have experienced life.
35Ghr̥iṇā ātī hai , bachchā tō hai hī pavitra .
36They have distaste for that, whereas children are pure anyway.
36Unkō ūñch mahātmā samajhtē haĩ .
37They are considered to be elevated, great souls.
37Tō bāp nē samjhāyā hai yah nivr̥itti mārg vālē sannyāsī bhī kuchh thamātē haĩ .
38Therefore, the Father explains that the sannyasis of the path of isolation have been giving Bharat some support.
38Jaisē makān ādhā purānā hōtā hai tō phir marammat kī jātī hai . 39Sannyāsī bhī marammat kartē haĩ , pavitra hōnē sē bhārat thamā rahtā hai .
39Just as when a building becomes half old, it is renovated, so too, the sannyasis renovate Bharat with their purity and keep it standing.
40Bhārat jaisā pavitra aur dhanvān khaṇḍ aur kōī hō nahī̃ saktā .
40No other land can be as pure and wealthy as Bharat was.
41Ab bāp tumkō rachtā aur rachnā K|kē ādi-madhy-ant key|kī smr̥iti dilātē haĩ kyōṅki yah bāp bhī hai , teacher bhī hai , gurū bhī hai .
41The Father now reminds you of the Creator and the beginning, the middle and the end of creation because He is the Father, the Teacher and the Guru.
42Gītā mē̃ śhrīkr̥iṣhṇa bhagvānuvāch likh diyā hai , unkō kabhī bābā kahē̃gē kyā ! 43Athavā patit-pāvan kahē̃gē kyā !
42In the Gita, it is written that God Shri Krishna speaks. 43Would you call him Baba or the Purifier?
44Jab manuṣhya patit-pāvan kahtē haĩ tō śhrīkr̥iṣhṇa kō yād nahī̃ kartē vah tō bhagvān kō yād kartē haĩ , phir kah dētē patit-pāvan sītārām , raghupati rāghav rājā rām .
44When people call out to the Purifier, they are not remembering Shri Krishna; they are remembering God. 45Then they say that the Purifier is the Rama of Sita, the Rama of the Raghav clan.
45Kitnā muñjhārā hai .
46There is so much confusion!
46Bāp kahtē haĩ maĩ tum bachchō̃ kō ākar yathārth rīti sabhī vēdō̃-śhāstrō̃ ādi kā sār batātā hū̃ .
47The Father says: I come and accurately tell you children the essence of the Vedas and scriptures etc.
47Pahlī-pahlī mukhya bāt samjhātē haĩ ki tum apnē kō ātmā samjhō aur bāp kō yād karō tō tum pāvan banē̃gē .
48The first and main thing that He explains is: Consider yourselves to be souls and remember the Father and you will become pure.
48Tum hō bhāī-bhāī , phir brahmā key|kī santān kumār-kumāriyā̃ tō bhāī-bahan hō gayē .
49You are all brothers. 50Then, as the children of Brahma, you are sons and daughters and you are therefore brothers and sisters.
49Yah buddhi mē̃ yād rahē .
51Keep this in your intellects.
50Asul mē̃ ātmāyē̃ bhāī haĩ , phir yahā̃ śharīr mē̃ ānē sē bhāī-bahan hō jātē haĩ .
52Originally, souls are brothers. 53Then, when you enter bodies, you become brothers and sisters.
51Itnī bhī buddhi nahī̃ hai samajhnē key|kī .
54People do not have the intellects to understand even this.
52Vah ham ātmāō̃ kā father hai tō ham brothers ṭhaharē nā .
55He is the Father of us souls and so we are brothers.
53Phir sarvavyāpī kaisē kahtē haĩ .
56How can He be omnipresent?
54Varsā tō bachchē kō hī milēgā , father kō tō nahī̃ miltā .
57It is only the children who receive the inheritance. 58The Father cannot receive the inheritance.
55Bāp sē bachchē kō varsā miltā hai .
59The children receive their inheritance from the Father.
56Brahmā bhī śhivbābā kā bachchā hai nā , inkō bhī varsā unsē miltā hai .
60Brahma too, is a child of Shiv Baba. 61He too receives the inheritance from that One.
57Tum hō jātē pōtrē-pōtriyā̃ .
62You become His grandchildren.
58Tumkō bhī hak hai .
63You also have that right.
59Tō ātmā K|kē rūp mē̃ sab bachchē hō phir śharīr mē̃ ātē hō tō bhāī-bahan kahtē hō .
64As souls, all of you are sons. 65Then, when you enter bodies, you are called brothers and sisters.
60Aur kōī nātā nahī̃ .
66There is no other relationship.
61Sadā bhāī kī dr̥iṣhṭi rahē , strī-purūṣh kā bhān bhī nikal jāē .
67There should constantly be the vision of brotherhood. 68Remove all consciousness of man and woman.
62Jab male-female dōnō̃ hī kahtē hō ō god father tō bhāī-bahan huē nā .
69When a male and female both say, "O God, the Father”, it means that they are brother and sister.
63Bhāī-bahan tab hōtē haĩ jab bāp saṅgam par ākar rachnā rachtē haĩ .
70When the Father comes and creates creation at the confluence age you are brothers and sisters.
64Parantu strī-purūṣh key|kī dr̥iṣhṭi baṛā muśhkil nikaltī hai .
71However, it is very difficult for the vision of man and woman to be removed.
65Bāp kahtē haĩ tumkō dēhī-abhimānī bannā hai .
72The Father says: You have to become soul conscious.
66Bāp K|kē bachchē banē̃gē tab hī varsā milēgā .
73It is only when you become the Father's children that you can receive this inheritance.
67Māmēkam yād karō tō satōpradhān banē̃gē .
74Constantly remember Me alone and you will become satopradhan.
68Satōpradhān bannē bigar tum vāpis mukti-jīvanmukti mē̃ jā nahī̃ sakē̃gē .
75Until you become satopradhan, you cannot go into liberation or liberation-in-life.
69Yah yukti sannyāsī ādi kabhī nahī̃ batāyēṅgē .
76Sannyasis, etc. never show you this method.
70Vah aisē kabhī kahē̃gē nahī̃ ki apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karō .
77They never say: Consider yourself to be a soul and remember the Father.
71Bāp kō kahā jātā hai parampitā param ātmā , supreme .
78The Father is called the Supreme Father, the Supreme Soul, the Supreme.
72Ātmā tō sabkō kahā jātā hai parantu unkō param ātmā kahā jātā hai .
79All are called souls, but He is called the Supreme Soul.
73Vah bāp kahtē haĩ - bachchō̃ , maĩ āyā hū̃ tum bachchō̃ kē pās .
80That Father says: O children, I have come to you children.
74Hamkō bōlnē kē liē mukh tō chāhiē nā .
81However, in order to speak to you, I need a mouth.
75Ājkal dēkhō jahā̃-tahā̃ gaū-mukh jarūr rakhtē haĩ .
82Nowadays, a Gaumukh (mouth of a cow) is placed everywhere.
76Phir kahtē haĩ gaū-mukh sē amr̥it nikaltā hai .
83They then say that nectar emerges from the Gaumukh.
77Vāstav mē̃ amr̥it tō kahā jātā hai gyān kō .
84In fact, it is this knowledge that is called nectar.
78Gyān amr̥it mukh sē hī nikaltā hai . 79Pānī key|kī tō ismē̃ bāt nahī̃ .
85The nectar of this knowledge emerges from the mouth; it is not a question of water.
80Yah gaū mātā bhī hai .
86This one (Brahma) is the mother cow.
81Bābā inmē̃ pravēśh huā hai .
87Baba has entered this one.
82Bāp nē in dvārā tumkō apnā banāyā hai , insē gyān nikaltā hai .
88The Father has made you belong to Him through this one. 89This knowledge emerges through him.
83Unhōnnē tō patthar kā banākar usmē̃ mukh banā diyā hai , jahā̃ sē pānī nikaltā hai .
90They have carved an image of a cow from stone and made a mouth through which water can flow.
84Vah tō bhakti key|kī rasm hō gaī nā .
91That is a system of the path of devotion.
85Yathārth bātē̃ tum jāntē hō .
92You know things accurately.
86Bhīṣhma pitāmah ādi kō tum kumāriyō̃ nē bāṇ lagāyē haĩ .
93It was you kumaris who shot the arrows at Bhishampitamay etc.
87Tum tō brahmākumār-kumāriyā̃ hō . 88Tō kumārī kiskī hōgī nā .
94You are Brahma Kumars and Kumaris and kumaris must definitely belong to someone.
89Adharkumārī aur kumārī dōnō̃ K|kē mandir haĩ .
95There are temples to both adhar-kumaris and kumaris.
90Practical mē̃ tumhārā yādgār mandir hai nā .
96The temples are a practical memorial of you.
91Ab bāp baiṭh samjhātē haĩ tum jabki brahmākumār-kumāriyā̃ hō tō criminal assault hō na sakē .
97The Father now sits here and explains that since you are Brahma Kumars and Kumaris, there cannot be any criminal assault.
92Nahī̃ tō bahut kaṛī sazā hō jāē .
98Otherwise, there will be severe punishment.
93Dēh-abhimān mē̃ ānē sē yah bhūl jātā hai ki ham bhāī-bahan haĩ .
99When you become body conscious, you forget that you are brothers and sisters.
94Yah bhī be|B . K|kē . haĩ , ham bhī be|B . K|kē . haĩ tō vikār key|kī dr̥iṣhṭi jā na sakē .
100That one is a B.K. and you are a B.K. and so there must be no vision of vice.
95Parantu āsurī sampradāy K|kē manuṣhya vikār K|kē bigar rah nahī̃ saktē tō vighna ḍāltē haĩ .
101However, human beings who belong to the devilish community cannot stay without vice and they therefore create obstacles.
96Abhī tum brahmākumār-kumāriyō̃ kō bāp sē varsā miltā hai .
102You Brahma Kumars and Kumaris now receive your inheritance from the Father.
97Bāp key|kī śhrīmat par chalnā hai , pavitra bannā hai .
103You have to follow the Father's shrimat: you have to become pure.
98Yah hai is vikārī mr̥ityulōk kā antim janm .
104This is your last birth in this vicious land of death.
99Yah bhī kōī jāntē nahī̃ .
105No one knows this either.
100Amar-lōk mē̃ vikār kōī hōtē nahī̃ .
106There is no vice in the land of immortality.
101Unhō̃ kō kahā hī jātā hai satōpradhān sampūrṇ nirvikārī . 102Yahā̃ haĩ tamōpradhān sampūrṇ vikārī .
107They are called satopradhan, completely viceless, whereas people here are tamopradhan and completely vicious.
103Gātē bhī haĩ vah sampūrṇ nirvikārī , ham vikārī , pāpī haĩ .
108They also sing that they (deities) are completely viceless and that they themselves are vicious sinners.
104Sampūrṇ nirvikāriyō̃ key|kī pūjā kartē haĩ .
109They worship those completely viceless ones.
105Bāp nē samjhāyā hai tum bhāratvāsī hī pūjya sō phir pujārī bantē hō .
110The Father has explained: You people of Bharat were worthy of worship and you then became worshippers.
106Is samay bhakti kā prabhāv bahut hai .
111At present, devotion has a great impact; it has a great influence.
107Bhakta bhagvān kō yād kartē haĩ ki ākar bhakti kā phal dō .
112Devotees remember God and say: Come and give us the fruit of our devotion.
108Bhakti mē̃ kyā hall|hāl hō gayā hai .
113What has their condition become by performing devotion?
109Bāp nē samjhāyā hai mukhya dharm śhāstra 4 haĩ .
114The Father has explained that there are four main religious scriptures.
110Ēk tō hai Deityism , ismē̃ brāhmaṇ dēvtā kṣhatriya tīnō̃ hī ā jātē haĩ .
115One is of deityism and included within that are the Brahmins, the deities and the warriors; all three of them.
111Bāp brāhmaṇ dharm sthāpan kartē haĩ .
116The Father establishes the Brahmin religion.
112Brāhmaṇō̃ key|kī chōṭī hai saṅgamyug key|kī .
117You Brahmins are the topknot of the confluence age.
113Tum brāhmaṇ abhī purūṣhōttam ban rahē hō .
118You Brahmins are now becoming the most elevated of human beings.
114Brāhmaṇ banē phir dēvtā bantē hō .
119You become Brahmins and you then become deities.
115Vah brāhmaṇ bhī haĩ vikārī .
120Those brahmins are those who indulge in vice.
116Vah bhī in brāhmaṇō̃ kē āgē namastē kartē haĩ .
121They come and bow down to you Brahmins and say namaste to you.
117Brāhmaṇ dēvī-dēvtā namaḥ kahtē haĩ kyōṅki samajhtē haĩ vah brahmā key|kī santān thē , ham tō brahmā key|kī santān nahī̃ haĩ .
122They also say: Salutations to the Brahmins and the deities, because they understand that you are the children of Brahma, and that they themselves are not the children of Brahma.
118Abhī tum brahmā key|kī santān hō .
123You are now the children of Brahma.
119Tumkō sab namaḥ karē̃gē . 120Tum phir dēvī-dēvtā bantē hō .
124Everyone will salute you and you will then become deities.
121Abhī tum brahmākumār-kumāriyā̃ banē hō phir banē̃gē daivī kumār-kumāriyā̃ .
125You are now Brahma Kumars and Kumaris and you will then become deity kumars and kumaris.
122Is samay tumhārī yah jīvan bahut-bahut amūlya hai kyōṅki tum jagat key|kī mātāyē̃ gāī huī hō .
126This present life of yours is very precious because you are remembered as the mothers of the world.
123Tum had sē nikal bēhad mē̃ āyē hō .
127You have come out of the limited and gone into the unlimited.
124Tum jāntē hō ham is jagat kā kalyāṇ karnē vālē haĩ .
128You know that you are the ones who benefit this world.
125Tō har ēk jagat ambā jagatpitā ṭhaharē .
129Therefore, each of you is a world mother or a world father.
126Is nark mē̃ manuṣhya baṛē duḥkhī haĩ , ham unkī rūhānī sēvā karnē āyē haĩ .
130People are very unhappy in this hell. 131We have come to serve them spiritually.
127Ham unhō̃ kō svargvāsī banākar hī chhōṛē̃gē .
132We will definitely make them into residents of heaven.
128Tum hō sēnā , inkō yuddh-sthal bhī kahā jātā hai .
133You are an army. 134This is also called a battlefield.
129Yādav , kaurav aur pāṇḍav ikaṭṭhē rahtē haĩ . 130Bhāī haĩ nā .
135The Yadavas, the Kauravas and the Pandavas all stay together; they are all brothers.
131Ab tumhārī yuddha bhāī-bahanō̃ sē nahī̃ , tumhārī yuddha hai rāvaṇ sē .
136Your battle is not with your brothers and sisters, it is with Ravan.
132Bhāī-bahinō̃ kō tum samjhātē hō , manuṣhya sē dēvtā banānē liē .
137You explain to your brothers and sisters in order to change them from humans into deities.
133Tō bāp samjhātē haĩ dēh sahit dēh K|kē sab sambandh chhōṛnē haĩ .
138The Father explains: You have to renounce all bodily relationships including your own bodies.
134Yah hai purānī duniyā .
139This world is old.
135Kitnē baṛē-baṛē dam , canals ādi banātē haĩ , kyōṅki pānī nahī̃ hai .
140They build such huge dams and canals etc. because there isn’t any water.
136Prajā bahut baṛh gaī hai .
141The population has increased a great deal.
137Vahā̃ tō tum rahtē hī bahut thōṛē hō .
142In the golden age, there are very few of you.
138Nadiyō̃ mē̃ pānī bhī ḍhēr rahtā hai , anāj bhī bahut hōtā hai .
143The rivers have plenty of water. 144There is also plenty of food.
139Yahā̃ tō is dhartī par karōṛō̃ manuṣhya haĩ .
145There are now billions of people here on earth.
140Vahā̃ sārī dharnī par śhurū mē̃ 9-10 lākh hōtē haĩ , aur kōī khaṇḍ hōtā hī nahī̃ .
146At the beginning, there are nine hundred thousand to a million people on the entire earth. 147There are no other lands at that time.
141Tum thōṛē sē hī vahā̃ rahtē hō .
148Only a few of you live there.
142Tumkō kahā̃ jānē key|kī bhī darkār nahī̃ rahtī .
149You do not need to go anywhere else.
143Vahā̃ hai hī bahārī mausam .
150There, it is constantly Spring.
1445 tatva bhī kōī taklīph nahī̃ dētē haĩ , order mē̃ rahtē haĩ .
151Even the five elements do not cause you any difficulty; they stay in order.
145Duḥkh kā nām nahī̃ .
152There is no mention of sorrow.
146Vah hai hī bahiśht .
153That is paradise.
147Abhī hai dōzak . 148Yah śhurū hōtā hai bīch sē .
154It is now extreme hell and it begins in the middle of each cycle.
149Dēvtāyē̃ vām mārg mē̃ girtē haĩ tō phir rāvaṇ kā rājya śhurū hō jātā hai .
155It is when the deities fall on to the path of sin that the kingdom of Ravan begins.
150Tum samajh gayē hō - ham double sirtāj pūjya bantē haĩ phir single tāj vālē bantē haĩ .
156You have understood that we become the worthy-of-worship ones with double crowns, and that we then become those with single crowns.
151Satyug mē̃ pavitratā key|kī bhī niśhānī hai .
157That crown of light symbolises the purity of the golden age.
152Dēvtāyē̃ tō sab haĩ pavitra .
158All the deities are pure.
153Yahā̃ pavitra kōī hai nahī̃ .
159Here, no one is pure.
154Janm tō phir bhī vikār sē lētē haĩ nā isliē isē bhraṣhṭāchārī duniyā kahā jātā hai .
160Everyone continues to take birth through sin. 161That is why this is called the corrupt world.
155Satyug hai śhrēṣhṭhāchārī .
162That golden age is an elevated world.
156Vikār kō hī bhraṣhṭāchār kahā jātā hai .
163Vice is called corruption.
157Bachchē jāntē haĩ satyug mē̃ pavitra pravr̥itti mārg thā , ab apavitr hō gayē haĩ .
164You children know that there was the pure family path in the golden age and that it has now become impure.
158Ab phir pavitra śhrēṣhṭhāchārī duniyā bantī hai .
165The world is now becoming pure and elevated.
159Sr̥iṣhṭi kā chakra phirtā hai nā .
166The world cycle continues to turn.
160Parampitā paramātmā kō hī patit-pāvan kahā jātā hai .
167Only the Supreme Father, the Supreme Soul, is called the Purifier.
161Manuṣhya kah dētē haĩ bhagvān prērṇā kartā hai , ab prērṇā mānā vichār , ismē̃ prērṇā key|kī tō bāt hī nahī̃ .
168People say that God gives inspirations. 169Inspirations mean thoughts. 170There is no question of inspirations here.
162Vah khud kahtē haĩ hamkō śharīr kā ādhār lēnā paṛtā hai .
171He Himself says: I have to take the support of a body.
163Maĩ bigar mukh K|kē śhikṣhā kaisē dū̃ .
172How could I give you teachings without a mouth?
164Prērṇā sē kōī śhikṣhā dī jātī hai kyā !
173Can teachings ever be given through inspirations?
165Bhagvān prērṇā sē kuchh bhī nahī̃ kartē haĩ .
174God does not do anything through inspirations.
166Bāp tō bachchō̃ kō paṛhātē haĩ .
175The Father teaches you children.
167Prērṇā sē paṛhāī thōṛēhī hō saktī .
176Studying cannot take place through inspirations.
168Sivāē bāp K|kē sr̥iṣhṭi K|kē ādi , madhya , ant kā rāz kōī bhī batā na sakē .
177No one but the Father can tell you the secrets of the beginning, the middle and the end of the world.
169Bāp kō hī nahī̃ jāntē haĩ .
178They do not know the Father.
170Kōī kahtē liṅg hai , kōī kahtē akhaṇḍ jyōti hai .
179Some say that He is a lingam image, whereas others say that He is the Eternal Light.
171Kōī kahtē brahm hī īśhvar hai .
180Some say that the brahm element is God.
172Tatva gyānī brahm gyānī bhī haĩ nā .
181There are brahm gyanis and tattwa gyanis (those who have knowledge of the brahm element).
173Śhāstrō̃ mē̃ dikhā diyā hai 84 lākh yōniyā̃ .
182In the scriptures, they have shown 8.4 million species.
174Ab agar 84 lākh janm hōtē tō kalp bahut baṛā chāhiē .
183If there were 8.4 million births, the duration of each cycle would be very long.
175Kōī hisāb hī nikāl na sakē .
184There couldn't be an accurate calculation.
176Vah tō satyug kō hī lākhō̃ varṣh kah dētē haĩ .
185They say that the duration of the golden age is hundreds of thousands of years.
177Bāp kahtē haĩ sārā sr̥iṣhṭi chakra hī 5 hazār varṣh kā hai .
186The Father says: The whole world cycle is 5000 years.
17884 lākh janmō̃ kē liē tō time bhī itnā chāhiē nā .
187In order to take 8.4 million births, you would need such a long time.
179Yah śhāstra sab haĩ bhakti mārg K|kē .
188All of those scriptures belong to the path of devotion.
180Bāp kahtē haĩ maĩ ākar tumkō in sab śhāstrō̃ kā sār samjhātā hū̃ .
189The Father says: I come and explain to you the essence of all those scriptures.
181Yah sab bhakti mārg kī sāmagrī hai , insē kōī bhī mērē kō prāpt nahī̃ kartē .
190All of them are the paraphernalia of the path of devotion. 191No one can attain Me through those.
182Maĩ jab ātā hū̃ tab hī sabkō lē jātā hū̃ .
192It is only when I come that I take everyone back with Me.
183Mujhē bulātē hī haĩ - hē patit-pāvan āō .
193You call out to Me: O Purifier come!
184Pāvan banākar hamkō pāvan duniyā mē̃ lē chalō .
194Purify us and take us to the pure world.
185Phir ḍhūṇḍhnē kē liē dhakkē kyō̃ khātē hō ?
195So, why do they then stumble around searching for Me?
186Kitnā dūr-dūr pahāṛō̃ ādi par jātē haĩ .
196They go so far away, up into the mountains, etc.
187Ājkal tō kitnē mandir khālī paṛē haĩ , kōī jātā nahī̃ hai .
197Nowadays, so many temples are empty because no one visits them.
188Abhī tum bachchē ūñch tē ūñch bāp key|kī biography kō bhī jān gayē hō .
198You children now know the biography of the highest-on-high Father.
189Bāp bachchō̃ kō sab kuchh dēkar phir 60 varṣh bād vānaprasth mē̃ baiṭh jātē haĩ .
199When a father reaches the age of 60, he gives everything to his children and goes into retirement.
190Yah rasm bhī ab kī hai , tyōhār bhī sab is samay K|kē haĩ .
200That system is also from this time. 201All the festivals also refer to this time.
191Tum jāntē hō abhī ham saṅgam par khaṛē haĩ .
202You know that you are now at the confluence age.
192Rāt kē bād phir din hōgā .
203After the night, there is the day.
193Ab tō ghōr andhiyārā hai .
204Now, there is extreme darkness.
194Gātē bhī hai gyān sūrya pragaṭā . . . . . . . tum bāp kō aur rachnā K|kē ādi-madhy-ant kō ab jāntē hō .
205It is sung: When the sun of knowledge rises, all the darkness of ignorance is dispelled. 206You now know the Father and the beginning, the middle and the end of creation.
195Jaisē bāp knowledgeful hai , tum bhī master knowledgeful hō gayē .
207Just as the Father is knowledge-full, so you have also become “master knowledge-full”.
196Tum bachchō̃ kō bāp sē varsā miltā hai bēhad K|kē sukh kā .
208You children receive your inheritance of unlimited happiness from the Father.
197Laukik bāp sē tō had kā varsā miltā hai , jissē alpkāl kā sukh miltā hai , jinkō sannyāsī kāg viṣhṭā samān sukh kah dētē haĩ .
209You only receive a limited inheritance from your worldly fathers through which there is only temporary happiness. 210Sannyasis say that that happiness is like the droppings of a crow.
198Vah phir yahā̃ ākar sukh kē liē purūṣhārth kar na sakē .
211They cannot come here to make effort for happiness.
199Vah haĩ hī haṭhyōgī , tum hō rājyōgī .
212They are hatha yogis. 213You are Raj Yogis.
200Tumhārā yōg hai bāp kē sāth , unhō̃ kā hai tatva kē sāth .
214Your yoga is with the Father whereas theirs is with the elements.
201Yah bhī drama banā huā hai .
215This too is fixed in the drama.
202Achchhā !
216Achcha.
203Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
217To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
204Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
218The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
205Dhārṇā kē liē mukhya sār :
219Essence for dharna:
2061 ) pāvan bannē kē liē ham ātmā bhāī haĩ , phir brahmā bāp key|kī santān bhāī-bahan haĩ , yah dr̥iṣhṭi pakkī karnī hai .
220 1. In order to become pure, make firm your vision of all souls being brothers. 221Then, as children of Father Brahma, you are all brothers and sisters.
207Ātmā aur śharīr dōnō̃ kō hī pāvan satōpradhān banānā hai .
222Both you souls and your bodies have to be purified and made satopradhan.
208Dēh-abhimān chhōṛ dēnā hai .
223Renounce body consciousness.
2092 ) master knowledgeful ban sabhī kō rachtā aur rachnā kā gyān sunākar ghōr andhiyārē sē nikālnā hai .
224 2. Become “master knowledge-full” and give everyone this knowledge of the Creator and creation and thereby remove them from their extreme darkness.
210Narkvāsī manuṣhyō̃ key|kī rūhānī sēvā kar svargvāsī banānā hai .
225Do spiritual service of the people who are residents of hell and make them into residents of heaven.
Blessing
211Vardān : master gyān sāgar ban gyān key|kī gahrāī mē̃ jānē vālē anubhav rūpī ratnō̃ sē sampann bhav
226Blessing: May you be filled with jewels of experience by going into the depths of this knowledge and becoming a master ocean of knowledge.
212Jō bachchē gyān key|kī gahrāī mē̃ jātē haĩ vē|way anubhav rūpī ratnō̃ sē sampann bantē haĩ .
227 The children who go into the depths of this knowledge become filled with the jewels of experience.
213Ēk hai gyān sunnā aur sunānā , dūsrā hai anubhavī mūrt bannā .
228One is to listen to this knowledge and relate it to others and the other is to become an embodiment of experience.
214Anubhavī sadā avināśhī aur nirvighna rahtē haĩ . 215Unhē̃ kōī bhī hilā nahī̃ saktā .
229Those who are experienced remain constantly imperishable and free from obstacles; no one can shake them.
216Anubhavī kē āgē māyā key|kī kōī bhī kōśhiśh saphal nahī̃ hōtī .
230Maya is not successful in anything she tries to do to those who are experienced.
217Anubhavī kabhī dhōkhā nahī̃ khā saktē . 218Isliē anubhavō̃ kō baṛhātē huē her|har guṇ K|kē anubhavī mūrt banō .
231Those who are experienced are never deceived and so you must continue to increase your experience and thereby become an embodiment of every virtue.
219Manan śhakti dvārā śhuddha saṅkalpō̃ kā stock jamā karō .
232Use your churning power to accumulate a stock of pure thoughts.
Slogan
220Slōgan : phariśhtā vah hai jō dēh K|kē sūkṣhma abhimān K|kē sambandh sē bhī nyārā hai .
233Slogan: An angel is one who is beyond any subtle arrogance of a body.
234*** Om Shanti ***
221Avyakt iśhārē - satyatā aur sabhyatā rūpī culture kō apnāō
235Avyakt Signal: Adopt the culture of truth and good manners
222Sampūrṇ satyatā bhī pavitratā K|kē ādhār par hōtī hai .
236Complete truth is based on purity.
223Pavitratā nahī̃ tō sadā satyatā rah nahī̃ saktī hai .
237If there is no purity, there cannot be constant truth.
224Sirph kām vikār apavitratā nahī̃ hai , lēkin uskē aur bhī sāthī haĩ .
238Impurity is not just the vice of lust, for it also has companions.
225Tō mahān pavitra arthāt apavitratā kā nām-niśhān na hō tab paramātma pratyakṣhatā kē nimitt ban sakē̃gē .
239So, to be greatly pure means that there should be no name or trace of impurity for only then can you become an instrument for God’s revelation.