बुधवार 19 मार्च 2025 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
019-03-2025 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 19/03/25 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - tumhē̃ is purānī duniyā , purānē śharīr sē jītē jī markar ghar jānā hai , isliē dēh-abhimān chhōṛ dēhī-abhimānī banō ' '
1Essence: Sweet children, you have to die a living death from this old world and your old bodies and return home. 2Therefore, renounce body consciousness and become soul conscious.
Question
2Praśhna : achchhē-achchhē purūṣhārthī bachchō̃ key|kī niśhānī kyā hōgī ?
3Question: What are the signs of the children who are very good effort-makers?
Answer
3Uttar : jō achchhē purūṣhārthī haĩ vah savērē-savērē uṭhkar dēhī-abhimānī rahnē key|kī practice karē̃gē .
4Answer: Those who are good effort-makers wake up early in the morning and practise being soul conscious.
4Vah ēk bāp kō yād karnē kā purūṣhārth karē̃gē .
5They make effort to remember the one Father.
5Unhē̃ lakṣhya rahtā ki aur kōī dēhdhārī yād na āyē , nirantar bāp aur 84 K|kē chakra key|kī yād rahē .
6Their aim is not to remember bodily beings but constantly to remember the Father and the cycle of 84 births.
6Yah bhī ahō saubhāgya kahē̃gē .
7This is such wonderful fortune!
Murli
7Ōm śhānti .
8Om shanti.
8Abhī tum bachchē jītē jī marē huē hō .
9You children have now died a living death.
9Kaisē marē hō ?
10How have you died?
10Dēh K|kē abhimān kō chhōṛ diyā tō bākī rahī ātmā .
11You have renounced the consciousness of your bodies and so only you souls remain.
11Śharīr tō khatm hō jātā hai . 12Ātmā nahī̃ martī .
12Bodies are destroyed, souls never die.
13Bāp kahtē haĩ jītē jī apnē kō ātmā samjhō aur parampitā paramātmā kē sāth yōg lagānē sē ātmā pavitra hō jāyēgī .
13The Father says: While alive, consider yourselves to be souls and have yoga with the Supreme Father, the Supreme Soul and you souls will become pure.
14Jab tak ātmā bilkul pavitra nahī̃ banī hai tab tak pavitra śharīr mil na sakē .
14Until a soul becomes completely pure he cannot receive a pure body.
15Ātmā pavitra ban gaī tō phir yah purānā śharīr āpēhī chhūṭ jāyēgā , jaisē sarp key|kī khal automatically chhūṭ jātī hai , unsē mamatva miṭ jātā hai , vah jāntā hai hamkō naī khal miltī hai , purānī utar jāyēgī .
15When a soul becomes pure he automatically sheds his old body just as a snake automatically sheds its skin, its attachment is broken. 16It knows that when it receives a new skin, the old one will be shed.
16Har ēk kō apnī-apnī buddhi tō hōtī hai nā .
17Each of you children has your own intellect.
17Abhī tum bachchē samajhtē hō ham jītē jī is purānī duniyā sē , purānē śharīr sē mar chukē haĩ phir tum ātmāyē̃ bhī śharīr chhōṛ kahā̃ jāyēṅgī ?
18You children now understand that you have died a living death from this old world and your old bodies. 19Then, having left your bodies, to which place will you souls return?
18Apnē ghar .
20To your home.
19Pahlē-pahlē tō yah pakkā yād karnā hai - ham ātmā haĩ , śharīr nahī̃ .
21First of all, remember this firmly: I am a soul, not a body.
20Ātmā kahtī hai - bābā , ham āpkē hō chukē , jītē jī mar chukē haĩ .
22The soul says: Baba, I now belong to You. 23I have died a living death.
21Ab ātmā kō farmān milā huā hai ki mujh bāp kō yād karō tō tum tamōpradhān sē satōpradhān ban jāyēṅgē .
24You souls have now received the order: Remember Me, your Father, and you will become satopradhan from tamopradhan.
22Yah yād kā abhyās pakkā chāhiē .
25This practice of remembrance needs to be firm.
23Ātmā kahtī hai - bābā , āp āyē haĩ tō ham āpkē hī banē̃gē .
26You souls say: Baba, You have come, and so we will only belong to You.
24Ātmā male|mail|mēl hai , na ki female .
27Souls are male, not female.
25Hamēśhā kahtē haĩ ham bhāī haĩ , aisē thōṛēhī kahtē ham sab sisters haĩ , sab bachchē haĩ .
28It is always said: We are brothers. 29You would never say that all of you are sisters. 30You are all sons.
26Sab bachchō̃ kō varsā milnā hai .
31All of you sons are to receive the inheritance.
27Agar apnē kō bachchī kahē̃gē tō varsā kaisē milēgā ?
32If you call yourself a daughter, how would you receive your inheritance?
28Ātmāyē̃ sab bhāī haĩ .
33All souls are brothers.
29Bāp sabkō kahtē haĩ - rūhānī bachchō̃ mujhē yād karō .
34The Father tells everyone: Spiritual children, remember Me!
30Ātmā kitnī chhōṭī hai .
35Souls are so tiny.
31Yah hai bahut mahīn samajhnē key|kī bātē̃ .
36These are very deep and subtle aspects and have to be understood.
32Bachchō̃ kō yād ṭhahartī nahī̃ hai .
37You children are unable to stay in stable remembrance.
33Sannyāsī lōg dr̥iṣhṭānt dētē haĩ - maĩ bhaiṅs hū̃ , bhaiṅs hū̃ … aisē kahnē sē phir bhaiṅs ban jātē haĩ .
38The sannyasis give an example. 39Someone was told to say to himself: I am a buffalo, I am a buffalo. 40By saying this, that person thought he had become a buffalo.
34Ab vāstav mē̃ bhaiṅs kōī bantē thōṛēhī haĩ .
41In fact, no one actually becomes a buffalo.
35Bāp tō kahtē haĩ apnē kō ātmā samjhō .
42The Father says: Consider yourselves to be souls.
36Yah ātmā aur paramātmā kā gyān tō kōī kō hai nahī̃ isliē aisī-aisī bātē̃ kah dētē haĩ .
43None of them has this knowledge of souls and the Supreme Soul. 44This is why they say such things.
37Ab tumkō dēhī-abhimānī bannā hai , ham ātmā haĩ , yah purānā śharīr chhōṛ hamkō jāē nayā lēnā hai .
45You now have to become soul conscious. 46I am a soul. 47I have to shed this old body and take a new one.
38Manuṣhya mukh sē kahtē bhī haĩ ki ātmā star hai , bhrakuṭī kē bīch mē̃ rahtī hai phir kah dētē aṅguṣhṭhē misal hai .
48People say that a soul is a star that resides in the centre of the forehead. 49However, they then say that souls are thumb shaped.
39Ab sitārā kahā̃ , aṅguṣhṭā kahā̃ ! 40Aur phir miṭṭī K|kē sāligrām baiṭh banātē haĩ , itnī baṛī ātmā tō hō nahī̃ saktī .
50There is such a vast difference between a star and a thumb shape. 51They also make saligrams out of clay. 52Souls cannot be that large.
41Manuṣhya dēh-abhimānī haĩ nā tō banātē bhī mōṭē rūp mē̃ haĩ .
53It is because human beings are body conscious that they make large images in a gross form.
42Yah tō baṛī sūkṣhma mahīntā key|kī bātē̃ haĩ .
54These are all aspects of great subtlety.
43Bhakti bhī manuṣhya ēkānt mē̃ , kōṭhī mē̃ baiṭh kartē haĩ .
55People do devotion while sitting in solitude in a little corner somewhere.
44Tumkō tō gr̥ihastha vyavahār mē̃ , dhandhē ādi mē̃ rahtē huē buddhi mē̃ yah pakkā karnā hai - ham ātmā haĩ .
56Each of you has to remain living in your household and carry on with your business etc. while keeping it firmly in your intellect that you are a soul.
45Bāp kahtē haĩ - maĩ tumhārā bāp bhī itnī chhōṭī bindū hū̃ .
57The Father says: I, your Father, am also a tiny dot.
46Aisē nahī̃ ki maĩ baṛā hū̃ .
58It isn't that I am any larger.
47Mērē mē̃ sārā gyān hai .
59I have all of this knowledge.
48Ātmā aur paramātmā dōnō̃ ēk jaisē hī haĩ , sirph unkō supreme kahā jātā hai .
60Souls and the Supreme Soul are identical. 61He is simply called the Supreme.
49Yah drama mē̃ nūndh hai .
62This is fixed in the drama.
50Bāp kahtē haĩ - maĩ tō amar hū̃ .
63The Father says: I am immortal.
51Maĩ amar na hōtā tō tumkō pāvan kaisē banāū̃ .
64If I were not immortal, how would I purify you?
52Tumkō sweet children kaisē kahū̃ .
65How would I call you: "Sweet children"?
53Ātmā hī sab kuchh kartī hai .
66It is the soul who does everything.
54Bāp ākar dēhī-abhimānī banātē haĩ , ismē̃ hī mēhnat hai .
67The Father comes and makes you soul conscious. 68Great effort is needed for this.
55Bāp kahtē haĩ - mujhē yād karō , aur kōī kō yād na karō .
69The Father says: Remember Me! 70Do not remember anyone else!
56Yōgī tō duniyā mē̃ bahut haĩ .
71There are many types of yogi in this world.
57Kanyā key|kī sagāī hōtī hai tō phir pati kē sāth yōg lag jātā hai nā .
72When a girl becomes engaged, her yoga is with her fiancé.
58Pahlē thōṛēhī thā .
73It wasn't connected to him previously.
59Pati kō dēkhā phir unkī yād mē̃ rahtī hai .
74Once she sees her fiancé, she stays in remembrance of him.
60Ab bāp kahtē haĩ - māmēkam yād karō .
75The Father now says: Constantly remember Me alone!
61Yah bahut achchhī practice chāhiē .
76You need to practise this very well.
62Jō achchhē-achchhē purūṣhārthī bachchē haĩ vah savērē-savērē uṭhkar dēhī-abhimānī rahnē key|kī practice karē̃gē .
77The children who are very good effort-makers will wake up early in the morning and practise remaining soul conscious.
63Bhakti bhī savērē kartē haĩ nā . 64Apnē-apnē īṣhṭ dēv kō yād kartē haĩ .
78People do devotion in the morning too; they remember their own special deity.
65Hanūmān key|kī bhī kitnī pūjā kartē haĩ lēkin jāntē kuchh bhī nahī̃ .
79Although they worship Hanuman a great deal, they know nothing about him.
66Bāp ākar samjhātē haĩ - tumhārī buddhi bandar misal hō gaī hai .
80The Father comes and explains: Your intellects have become like those of monkeys.
67Ab phir tum dēvtā bantē hō .
81You are now becoming deities once again.
68Ab yah hai patit tamōpradhān duniyā .
82This is an impure, tamopradhan world.
69Abhī tum āyē hō bēhad K|kē bāp pās|pass .
83You have now come to the unlimited Father.
70Maĩ tō punarjanma rahit hū̃ .
84I am beyond rebirth.
71Yah śharīr is dādā kā hai .
85This body belongs to this Dada.
72Mērā kōī śharīr kā nām nahī̃ .
86I do not have a bodily name.
73Mērā nām hī hai kalyāṇkārī śhiv .
87My name is Shiva, the Benefactor.
74Tum bachchē jāntē hō śhivbābā kalyāṇkārī ākar nark kō svarg banātē haĩ .
88You children know that Shiv Baba, the Benefactor, comes and changes hell into heaven.
75Kitnā kalyāṇ kartē haĩ .
89He brings so much benefit.
76Nark kā ēkdam vināśh karā dētē haĩ .
90He completely destroys hell.
77Prajāpitā brahmā dvārā abhī sthāpanā hō rahī hai .
91Establishment of heaven is now taking place through Prajapita Brahma.
78Yah hai prajāpitā brahmā mukh vaṅśhāvalī .
92You are the mouth-born children of Prajapita Brahma.
79Chaltē phirtē ēk-dō kō sāvdhān karnā hai - manmanābhav .
93Whilst moving along, caution one another: Manmanabhav!
80Bāp kahtē haĩ mujhē yād karō tō vikarma vināśh hōṅgē .
94The Father says: Remember Me and your sins will be absolved.
81Patit-pāvan tō bāp hai nā .
95The Father is the Purifier.
82Unhōnnē bhūl sē bhagvānuvāch kē badlē śhrīkr̥iṣhṇa bhagvānuvāch likh diyā hai .
96They have written by mistake that God Shri Krishna speaks instead of God Shiva speaks.
83Bhagvān tō nirākār hai , unkō parampitā paramātmā kahā jātā hai .
97God is incorporeal. 98He is called the Supreme Father, the Supreme Soul.
84Unkā nām hai śhiv .
99His name is Shiva.
85Śhiv key|kī pūjā bhī bahut hōtī hai .
100Shiva is worshipped a great deal.
86Śhiv kāśhī , śhiv kāśhī kahtē rahtē haĩ .
101People chant: Shiva of Kashi.
87Bhakti mārg mē̃ anēk prakār K|kē nām rakh diyē haĩ .
102They have given Him various names on the path of devotion.
88Kamāī kē liē anēk mandir banāyē haĩ .
103They have built many temples to Him for their own income.
89Aslī nām hai śhiv . 90Phir sōmnāth rakhā hai , sōmnāth , sōmras pilātē haĩ , gyān dhan dētē haĩ .
104His original name is Shiva, but they have also named Him Somnath (Lord of Nectar), the One who gives you nectar to drink. 105He gives you the wealth of this knowledge.
91Phir jab pujārī bantē haĩ tō kitnā kharchā kartē haĩ unkē mandir banānē par kyōṅki sōmras diyā hai nā .
106When you become worshippers, you spend so much on building to temples Him. 107That is because He gave you such nectar.
92Sōmnāth kē sāth sōmnāthinī bhī hōgī !
108Together with the Lord of Nectar, there must also be the Lady of Nectar (Somnathni).
93Yathā rājā rānī tathā prajā sab sōmnāth sōmnāthinī haĩ .
109As are the king and queen, so the subjects. 110Therefore, all of you are lords and ladies of nectar.
94Tum sōnī duniyā mē̃ jātē hō .
111You will go to that golden world.
95Vahā̃ sōnē key|kī īṭē̃ hōtī haĩ .
112There will be bricks of gold there.
96Nahī̃ tō dīvārē̃ ādi kaisē banē̃ !
113Otherwise, how else would the walls etc. be built?
97Bahut sōnā hōtā hai isliē uskō sōnē key|kī duniyā kahā jātā hai .
114Because there is so much gold there, it is called a golden world.
98Yah hai lōhē , pattharō̃ key|kī duniyā .
115This is a world of iron and stone.
99Svarg kā nām sunkar hī mukh pānī hō jātā hai .
116Simply hearing the name "heaven", your mouths begin to water.
100Viṣhṇu K|kē dō rūp lakṣhmī-nārāyaṇ alag-alag banē̃gē nā .
117There are also the two forms of Vishnu: Lakshmi and Narayan. 118They are separate.
101Tum viṣhṇupurī K|kē mālik bantē hō .
119You are becoming the masters of the land of Vishnu.
102Abhī tum hō rāvaṇ purī mē̃ .
120At present, you are in the land of Ravan.
103Tō ab bāp kahtē haĩ sirph apnē kō ātmā samajh mujh bāp kō yād karō .
121The Father now says: Simply consider yourselves to be souls and remember Me, your Father.
104Bāp bhī paramdhām mē̃ rahtē haĩ , tum ātmāyē̃ bhī paramdhām mē̃ rahtī hō .
122The Father lives in the supreme abode and you souls also live in the supreme abode.
105Bāp kahtē haĩ tumkō kōī taklīph nahī̃ dētā hū̃ .
123The Father says: I do not cause you any difficulty.
106Bahut sahaj hai . 107Bākī yah rāvaṇ duśhman tumhārē sāmnē khaṛā hai .
124This is all very easy, but yes, Ravan, your enemy, is standing in front of you.
108Yah vighna ḍāltē haĩ .
125He creates obstacles.
109Gyān mē̃ vighna nahī̃ paṛtē , vighna paṛtē haĩ yād mē̃ .
126There aren't any obstacles in this knowledge. 127It is in remembrance that there are obstacles.
110Ghaṛī-ghaṛī māyā yād bhulā dētī hai .
128Maya repeatedly makes you forget to stay in remembrance.
111Dēh-abhimān mē̃ lē ātī hai . 112Bāp kō yād karnē nahī̃ dētī , yah yuddha chaltī hai .
129She makes you body conscious and stops you from remembering the Father. 130This battle takes place.
113Bāp kahtē haĩ tum karmayōgī tō hō hī .
131The Father says: You are karma yogis.
114Achchhā , din mē̃ yād nahī̃ kar saktē hō tō rāt kō yād karō .
132Achcha, if you are unable to remember Me during the day, remember Me at night.
115Rāt kā abhyās din mē̃ kām āyēgā .
133If you practise this at night, it will be useful during the day.
116Nirantar smr̥iti rahē - jō bāp hamkō viśhva kā mālik banātē haĩ , ham usē yād kartē haĩ !
134Have the constant awareness that you are remembering the Father who is making you into the masters of the world.
117Bāp kī yād aur 84 janmō̃ K|kē chakra key|kī yād rahē tō ahō saubhāgya .
135When you have remembrance of the Father and of the cycle of 84 births, that too is great fortune for you.
118Aurō̃ kō bhī sunānā hai - bahanō̃ aur bhāiyō̃ , ab kaliyug pūrā hō satyug ātā hai .
136Tell others too: Sisters and brothers, this iron age is now about to end and the golden age is coming.
119Bāp āyē haĩ , satyug kē liē rājyōg sikhlā rahē haĩ .
137The Father has come and is teaching us Raja Yoga for the golden age.
120Kaliyug kē bād satyug ānā hai .
138After the iron age, the golden age has to come.
121Ēk bāp K|kē sivāē aur kōī kō yād nahī̃ karnā hai .
139Remember no one but the one Father.
122Vānaprasthī jō hōtē haĩ vah sannyāsiyō̃ kā jāē saṅg kartē haĩ .
140Those in the stage of retirement keep the company of sannyasis.
123Vānaprasth , vahā̃ vāṇī kā kām nahī̃ hai .
141To be in the stage of retirement means to have no need for words.
124Ātmā śhānt rahtī hai . 125Līn tō hō nahī̃ saktī .
142Souls remain in silence; they cannot become merged.
126Drama sē kōī bhī actor nikal nahī̃ saktā .
143No actors can leave this drama.
127Yah bhī bāp nē samjhāyā hai - ēk bāp K|kē sivāē aur kōī kō yād nahī̃ karnā hai .
144The Father has also told you not to remember anyone but the one Father.
128Dēkhtē huē bhī yād na karō .
145Even though you see everyone, you must not remember them.
129Yah purānī duniyā tō vināśh hō jānī hai , kabristān hai nā .
146This old world is to be destroyed; it is a graveyard.
130Murdō̃ kō kabhī yād kiyā jātā hai kyā !
147Are corpses ever remembered?
131Bāp kahtē haĩ yah sab marē paṛē haĩ .
148The Father says: All of them are already dead.
132Maĩ āyā hū̃ , patitō̃ kō pāvan banāē lē jātā hū̃ .
149I have come to make impure ones pure and take them back home.
133Yahā̃ yah sab khatm hō jāyēṅgē .
150All the bodies here will be destroyed.
134Ājkal bombs ādi jō bhī banātē haĩ , bahut tīkhē-tīkhē banātē rahtē haĩ .
151At this time very powerful bombs etc. are being manufactured.
135Kahtē haĩ yahā̃ baiṭhē jis par chhōṛē̃gē us par hī girē̃gē .
152They say: Whilst sitting here, we can have bombs dropped exactly where we target them.
136Yah nūndh hai , phir sē vināśh hōnā hai .
153It is fixed that destruction will happen once again.
137Bhagvān ātē haĩ , naī duniyā kē liē rājyōg sikhlā rahē haĩ .
154God has come and is teaching you Raja Yoga for the new world.
138Yah mahābhārat laṛāī hai , jō śhāstrō̃ mē̃ gāī huī hai .
155This is the same Mahabharat War that has been mentioned in the scriptures.
139Barōbar bhagvān āyē haĩ - sthāpanā aur vināśh karnē .
156God has definitely come to carry out establishment and destruction.
140Chitra bhī clear hai .
157These pictures are very clear.
141Tum sākṣhātkār kar rahē hō - ham yah banē̃gē .
158You have visions: this is what we will become.
142Yahā̃ key|kī yah paṛhāī khatm hō jāyēgī .
159All studies of this world will finish here.
143Vahā̃ tō barrister , doctor ādi key|kī darkār nahī̃ hōtī .
160There is no need for doctors or barristers there.
144Tum tō yahā̃ kā varsā lē jātē hō .
161You receive your inheritance for there from here.
145Hunar bhī sab yahā̃ sē lē jāyēṅgē .
162Those with all the skills and talents here will take them there.
146Makān ādi banānē vālē first class hōṅgē tō vahā̃ bhī banāyēṅgē .
163There will be first-class builders to build everything.
147Bājār ādi bhī tō hōgī nā .
164There will also be bazaars, etc.
148Kām tō chalēgā .
165Everything will continue to function.
149Yahā̃ sē sīkhā huā akla lē jātē haĩ .
166They will take there whatever wisdom they have learnt here.
150Science sē bhī achchhē hunar sīkhtē haĩ .
167They learn many skills and talents through science.
151Vah sab vahā̃ kām āyēṅgē .
168All of these things will be useful there.
152Prajā mē̃ jāyēṅgē .
169They will be part of the subjects.
153Tum bachchō̃ kō tō prajā mē̃ nahī̃ ānā hai .
170You children are not going to become part of the subjects.
154Tum āyē hī hō bābā-mammā K|kē takhtnaśhīn bannē .
171You have come in order to claim the throne of Baba and Mama.
155Bāp jō śhrīmat dētē haĩ , us par chalnā hai .
172Therefore, follow the shrimat that the Father gives you.
156First class śhrīmat tō ēk hī dētē haĩ ki mujhē yād karō .
173The first-class shrimat that only He gives you is: Remember Me alone!
157Kōī kā bhāgya anāyās bhī khul jātā hai .
174Sometimes, a person's fortune suddenly opens.
158Kōī kāraṇ nimitt ban paṛtā hai .
175Someone or other becomes the instrument for that.
159Kumāriyō̃ kō bhī bābā kahtē haĩ śhādī tō barbādī hō jāyēgī .
176Baba tells you kumaris: By getting married now, you will totally destroy yourselves.
160Is gutter mē̃ mat girō .
177Do not fall into that gutter.
161Kyā tum bāp kā nahī̃ mānē̃gī !
178Will you not listen to the Father?
162Svarg key|kī mahārānī nahī̃ banēgī !
179Do you not want to become an empress of heaven?
163Apnē sāth praṇ karnā chāhiē ki ham us duniyā mē̃ kabhī nahī̃ jāyēṅgē . 164Us duniyā kō yād bhī nahī̃ karē̃gē .
180Promise yourself that you will never go back to that world, that you will never even remember that world.
165Śhmaśhān kō kabhī yād kartē haĩ kyā !
181Does anyone ever remember a cemetery?
166Yahā̃ tō tum kahtē hō kahā̃ yah śharīr chhūṭē tō ham apnē svarg mē̃ jāyē̃ .
182Here, you say: The sooner I leave this body, the sooner I can go to heaven.
167Ab 84 janm pūrē huē , ab ham apnē ghar jātē haĩ .
183Our 84 births have now come to an end. 184We are now going to our home.
168Aurō̃ kō bhī yahī sunānā hai .
185Tell others this too.
169Yah bhī samajhtē hō - bābā bigar satyug key|kī rājāī kōī dē nahī̃ saktē .
186You also understand that no one but Baba can give you the kingdom of the golden age.
170Is rath kō bhī karmabhōg tō hōtā hai nā .
187This chariot also has the suffering of karma.
171Bāpdādā key|kī bhī āpas mē̃ kabhī rūhrihān chaltī hai - yah bābā kahtē haĩ bābā āśhīrvād kar dō .
188Bap and Dada sometimes have a spiritual conversation between themselves. 189This Baba (Brahma) says: Baba, bless me!
172Khā̃sī kē liē kōī davāī karō yā chhū mantra sē uṛā dō .
190Either give me some medicine for this cough or finish it through magic.
173Kahtē haĩ - nahī̃ , yah tō bhōgnā hī hai .
191Shiv Baba replies: No! 192You have to go through that suffering.
174Yah tumhārā rath lētā hū̃ , uskē ēvaj mē̃ tō dētā hī hū̃ , bākī yah tō tumhārā hisāb-kitāb hai .
193Because I use this chariot of yours, I do give you something in return for that, but those are your karmic accounts.
175Ant tak kuchh na kuchh hōtā rahēgā .
194Something or other will continue to happen until the end.
176Tumhē̃ āśhīrvād karū̃ tō sab par karnā paṛē .
195If I were to bless you, I would have to bless everyone.
177Āj yah bachchī yahā̃ baiṭhī hai , kal train mē̃ accident hō jātā hai , mar paṛtī hai , bābā kahē̃gē drama .
196If this daughter sitting here today were to be in a train accident tomorrow and die, Baba would say: That is in the drama.
178Aisē thōṛēhī kah saktē ki bābā nē pahlē kyō̃ nahī̃ batāyā .
197You wouldn’t ask: “Why didn’t Baba warn her of that before?
179Aisā kāydā nahī̃ hai .
198That is not the law.
180Maĩ tō ātā hū̃ patit sē pāvan banānē .
199I come to make impure ones pure.
181Yah batlānē thōṛēhī āyā hū̃ .
200I have not come to tell you about all of those other things.
182Yah hisāb-kitāb tō tumkō apnā chuktū karnā hai .
201You have to settle all your own karmic accounts yourselves.
183Ismē̃ āśhīrvād key|kī bāt nahī̃ .
202There is no question of blessings in that.
184Iskē liē jāō sannyāsiyō̃ kē pās .
203If you want that, go to the sannyasis.
185Bābā tō bāt hī ēk batātē haĩ .
204Baba just tells you one thing.
186Mujhē bulāyā hī isliē hai ki hamkō ākar nark sē svarg mē̃ lē jāō .
205You called out to Me to come and take you from hell to heaven.
187Gātē bhī haĩ patit-pāvan sītārām .
206People sing that Rama of Sita is the Purifier.
188Parantu arth|earth ulṭā nikāl diyā hai .
207However, they have misunderstood everything.
189Phir rām key|kī baiṭh mahimā kartē - raghupati rāghav rājā rām . . . . . . . .
208They praise Rama and sing songs about him “King Rama is the Lord of the Raghu clan…”
190Bāp kahtē haĩ is bhakti mārg mē̃ tumnē kitnē paisē ganvāyē haĩ .
209The Father says: You lost so much money on the path of devotion.
191Ēk gīt bhī hai nā - kyā kautuk dēkhā . . . . . . dēviyō̃ key|kī mūrtiyā̃ banāē pūjā kar phir samudra mē̃ ḍūbō dētē haĩ .
210There is the song, “Just look what has happened to this world of yours!" 211They make idols of the deities, worship them and then sink them in the sea.
192Ab samajh mē̃ ātā hai - kitnē paisē barbād kartē haĩ , phir bhī yah hōgā .
212You now understand how much money they waste. 213All of that will happen again.
193Satyug mē̃ tō aisā kām hōtā hī nahī̃ .
214Such things do not happen in the golden age.
194Second by second key|kī nūndh hai .
215Everything is fixed, second by second.
195Kalp bād phir yahī bāt repeat hōgī .
216This same thing will repeat every cycle.
196Drama kō baṛā achchhī rīti samajhnā chāhiē .
217This drama has to be understood very clearly.
197Achchhā , kōī jāstī nahī̃ yād kar saktē haĩ tō bāp kahtē haĩ sirph alpha aur bē , bāp aur bādśhāhī kō yād karō .
218Achcha, if you are not able to remember very much, the Father says: Simply remember Alpha and beta, the Father and the kingdom.
198Andar mē̃ yahī dhun lagā dō ki ham ātmā kaisē 84 kā chakra lagākar āī haĩ .
219You should have the internal intoxication of how you souls have taken 84 births while going around the cycle.
199Chitrō̃ par samjhāō , bahut sahaj hai .
220Explain this to others using these pictures. 221This is very easy.
200Yah hai rūhānī bachchō̃ sē rūhrihān .
222This is a heart-to-heart conversation with the spiritual children.
201Bāp rūhrihān kartē hī haĩ bachchō̃ sē .
223It is only with you children that the Father has a spiritual conversation.
202Aur kōī sē tō kar na sakē̃ .
224He cannot have a conversation with anyone else.
203Bāp kahtē haĩ - apnē kō ātmā samjhō .
225The Father says: Consider yourselves to be souls.
204Ātmā hī sab kuchh kartī hai .
226It is souls who do everything.
205Bāp yād dilātē haĩ , tumnē 84 janma liyē haĩ .
227The Father reminds you: You have taken 84 births.
206Manuṣhya hī banē haĩ .
228Your births are always as human beings.
207Jaisē bāp ordinance nikāltē haĩ ki vikār mē̃ nahī̃ jānā hai , aisē yah bhī ordinance nikāltē haĩ ki kiskō rōnā nahī̃ hai .
229Just as the Father issues the ordinance that you must not indulge in vice, in the same way, He also issues an ordinance that forbids anyone to cry.
208Satyug-trētā mē̃ kabhī kōī rōtē nahī̃ , chhōṭē bachchē bhī nahī̃ rōtē .
230No one cries in the golden and silver ages; even little children do not cry.
209Rōnē kā hukm nahī̃ .
231It is forbidden for anyone to cry there.
210Vah hai hī harṣhit rahnē key|kī duniyā .
232That is a world where everyone remains cheerful.
211Uskī practice sārī yahā̃ karnī hai .
233You have to practise that here.
212Achchhā .
234Achcha.
213Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
235To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
214Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
236The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
215Dhārṇā kē liē mukhya sār :
237Essence for dharna:
2161 ) bāp sē āśhīrvād māṅgnē kē bajāē yād kī yātrā sē apnā sab hisāb chuktū karnā hai .
238 1. Instead of asking the Father for blessings, settle all your karmic accounts with the pilgrimage of remembrance.
217Pāvan bannē kā purūṣhārth karnā hai .
239Make effort to become pure.
218Is drama kō yathārth rīti samajhnā hai .
240Understand this drama accurately.
2192 ) is purānī duniyā kō dēkhtē huē bhī yād nahī̃ karnā hai .
241 2. While seeing this old world, do not remember anything.
220Karmayōgī bannā hai .
242Become a karma yogi.
221Sadā harṣhit rahnē kā abhyās karnā hai .
243Practise remaining constantly cheerful.
222Kabhī bhī rōnā nahī̃ hai .
244Never cry.
Blessing
223Vardān : pravr̥itti mē̃ rahtē mērē pan kā tyāg karnē vālē sachchē trustee , māyājīt bhav
245Blessing: May you be a true trustee and become a conqueror of Maya by renouncing all consciousness of “I” while living at home with your family.
224Jaisē gandgī mē̃ kīṛē paidā hōtē haĩ vaisē hī jab mērāpan ātā hai tō māyā kā janm hōtā hai .
246 Just as germs take birth in rubbish, in the same way, Maya takes birth where there is the consciousness of “mine”.
225Māyājīt bannē kā sahaj tarīkā hai - svayã kō sadā trustee samjhō .
247The easy way to become a conqueror of Maya is to consider yourself to be a trustee.
226Brahmākumār mānā trustee , trustee key|kī kisī mē̃ bhī attachment nahī̃ hōtī kyōṅki unmē̃ mērāpan nahī̃ hōtā .
248A Brahma Kumar means to be a trustee and a trustee does not have any attachment to anyone because he does not have the consciousness of “mine”.
227Gr̥ihasthī samajhē̃gē tō māyā āyēgī aur trustee samajhē̃gē tō māyā bhāg jāyēgī isliē nyārē hōkar phir pravr̥itti K|kē kārya mē̃ āō tō māyāproof rahē̃gē .
249When you consider yourself to be a householder Maya will come whereas when you consider yourself to be a trustee, Maya will run away. 250Therefore, become detached before acting with your family and you will become Maya proof.
Slogan
228Slōgan : jahā̃ abhimān hōtā hai vahā̃ apmān key|kī feeling jarūr ātī hai .
251Slogan: Where there is ego, there will definitely be some feeling of being insulted.
252*** Om Shanti ***
229Avyakt iśhārē - satyatā aur sabhyatā rūpī culture kō apnāō
253Avyakt Signal: Adopt the culture of truth and good manners
230Āpkī āntarik svachchhatā , satyatā uṭhnē mē̃ , baiṭhnē mē̃ , bōlnē mē̃ , sēvā karnē mē̃ lōgō̃ kō anubhav hō tab paramātma pratyakṣhatā kē nimitt ban sakē̃gē , iskē liē pavitratā key|kī śhamā sadā jaltī rahē .
254Let people experience your inner cleanliness and truth in your getting up, sitting down, speaking and in doing service, for only then will you be able to become instruments for God’s revelation. 255For this, let the light of purity be constantly lit.
231Jarā bhī halchal mē̃ na āyē , jitnā pavitratā key|kī śhamā achal hōgī utnā sahaj sabhī bāp kō pahchān sakē̃gē .
256Do not have the slightest upheaval. 257The more the light of purity is unshakeable, the more easily people will be able to recognise the Father.