शुक्रवार 21 मार्च 2025 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

021-03-2025 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 21/03/25 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

1 «  mīṭhē bachchē - tumhē̃ apnē yōgbal sē sārī sr̥iṣhṭi kō pāvan banānā hai , tum yōgbal sē hī māyā par jīt pākar jagatjīt ban saktē hō ' '

1Essence: Sweet children, you have to purify the entire world with the power of yoga. 2By conquering Maya with the power of yoga you can become the conquerors of the world.

Question

2Praśhna  : bāp kā part kyā hai , us part kō tum bachchō̃ nē kis ādhār par jānā hai  ?

3Question: What is the Father's part? 4On what basis have you children recognised that part?

Answer

3Uttar  : bāp kā part hai - sabkē duḥkh harkar sukh dēnā , rāvaṇ key|kī jañjīrō̃ sē chhuṛānā .

5Answer: The Father's part is to remove everyone's sorrow and bestow happiness on them, to release everyone from the chains of Ravan.

4Jab bāp ātē haĩ tō bhakti key|kī rāt pūrī hōtī hai .

6The night of devotion ends when the Father comes.

5Bāp tumhē̃ svayã apnā aur apnī jāydād kā parichay dētē haĩ .

7The Father Himself gives you His own introduction and also the introduction of His property.

6Tum ēk bāp kō jānnē sē hī sab kuchh jān jātē hō .

8By knowing the one Father, you come to know everything.

Song

7Gīt  : tumhī̃ hō mātā pitā tumhī̃ hō …

9Song: You are the Mother and You are the Father.

Murli

8Ōm śhānti .

10Om shanti.

9Bachchō̃ nē ōm śhānti kā arth|earth samjhā hai , bāp nē samjhāyā hai ham ātmā haĩ , is sr̥iṣhṭi drama K|kē andar hamārā mukhya part hai .

11You children have understood the meaning of “Om shanti”. 12The Father has explained that each of you is a soul and that you have the main parts in this world drama.

10Kiskā part hai  ?

13Who has these parts?

11Ātmā śharīr dhāraṇ kar part bajātī hai .

14Souls adopt bodies and act out their parts.

12Tō bachchō̃ kō ab ātma-abhimānī banā rahē haĩ .

15So, He is now making you children soul conscious.

13Itnā samay dēh-abhimānī thē .

16You have been body conscious for so long.

14Ab apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karnā hai .

17Now consider yourselves to be souls and remember the Father.

15Hamārā bābā āyā huā hai drama plan anusār .

18Our Baba has now come, according to the drama plan.

16Bāp ātē bhī haĩ rātri mē̃ .

19The Father comes in the night.

17Kab ātē haĩ - uskī tithi-tārīkh kōī nahī̃ hai .

20There is no date or time recorded of when He comes.

18Tithi-tārīkh unkī hōtī hai jō laukik janma lētē haĩ .

21There is a date and time of those who take a physical birth.

19Yah tō hai pārlaukik bāp .

22That One is the parlokik Father.

20Inkā laukik janm nahī̃ hai .

23He doesn’t take a physical birth.

21Śhrīkr̥iṣhṇa key|kī tithi , tārīkh , samay ādi sab dētē haĩ .

24They give the date and time, etc. of the birth of Shri Krishna.

22Inkā tō kahā jātā hai divya janm .

25For that One, (Shiva) it is said that He takes a divine birth.

23Bāp inmē̃ pravēśh kar batātē haĩ ki yah bēhad kā drama hai .

26The Father enters this one and tells us that this is an unlimited drama.

24Usmē̃ ādhākalp hai rāt .

27In this drama, half the cycle is the night.

25Jab rāt arthāt ghōr andhiyārā hōtā hai tab maĩ ātā hū̃ .

28I come when it is the night, when there is extreme darkness.

26Tithi-tārīkh kōī nahī̃ .

29There is no date or time for that.

27Is samay bhakti bhī tamōpradhān hai .

30At present, devotion too is tamopradhan.

28Ādhā kalp hai bēhad kā din .

31For half a cycle it is an unlimited day.

29Bāp khud kahtē haĩ mainnē inmē̃ pravēśh kiyā hai .

32The Father Himself says: I have entered this one.

30Gītā mē̃ hai bhagvānuvāch , parantu bhagvān manuṣhya hō nahī̃ saktā .

33It says in the Gita, “God speaks.” 34However, no human being can be God.

31Śhrīkr̥iṣhṇa bhī daivī guṇō̃ vālā hai .

35Shri Krishna is also with divine virtues.

32Yah manuṣhya lōk hai . 33Yah dēv lōk nahī̃ hai .

36This is a world of human beings; it is not a world of deities.

34Gātē bhī haĩ brahmā dēvtāē namaḥ . . . . vah hai sūkṣhmavatanvāsī .

37It is sung: “Salutations to the deity Brahma.” 38He is a resident of the subtle region.

35Bachchē jāntē haĩ vahā̃ haḍḍī-mās nahī̃ hōtā hai .

39You children know that there is no flesh or bones there.

36Vah hai sūkṣhma saphēd chhāyā .

40There is a subtle, white shadow of light.

37Jab mūlvatan mē̃ hai tō ātmā kō na sūkṣhma śharīr chhāyā vālā hai , na haḍḍī vālā hai .

41When souls are in the incorporeal world, they neither have subtle bodies nor bodies of bones.

38In bātō̃ kō kōī bhī manuṣhya mātra nahī̃ jāntē haĩ .

42No human being knows any of this.

39Bāp hī ākar sunātē haĩ , brāhmaṇ hī suntē haĩ , aur kōī nahī̃ suntē .

43Only the Father comes and tells you all of this. 44It is only you Brahmins, and no one else, who listen to this.

40Brāhmaṇ varṇa hōtā hī hai bhārat mē̃ , vah bhī tab hōtā hai jab parampitā paramātmā prajāpitā brahmā dvārā brāhmaṇ dharm key|kī sthāpanā kartē haĩ .

45The Brahmin clan only exists in Bharat and that can only be when the Supreme Father, the Supreme Soul, establishes the Brahmin religion through Prajapita Brahma.

41Ab inkō rachtā bhī nahī̃ kahē̃gē .

46He shouldn’t be called the Creator.

42Naī rachnā kōī rachtē nahī̃ haĩ . 43Sirph rejuvenate kartē haĩ .

47It is not that He creates a new creation; He simply rejuvenates it.

44Bulātē bhī haĩ - hē bābā , patit duniyā mē̃ ākar hamkō pāvan banāō .

48You call out to Him: “O Baba, come into this impure world and make us pure!”

45Abhī tumkō pāvan banā rahē haĩ .

49He is now making you pure.

46Tum phir yōgbal sē is sr̥iṣhṭi kō pāvan banā rahē hō .

50You then purify this world with the power of yoga.

47Māyā par tum jīt pākar jagat jīt bantē hō .

51By conquering Maya, you become the conquerors of the world.

48Yōgbal kō science bal bhī kahā jātā hai .

52The power of yoga is also called the power of science.

49R̥iṣhi-muni ādi sab śhānti chāhtē haĩ parantu śhānti kā arth|earth tō jāntē nahī̃ .

53Rishis and munis, etc. want peace, but they don’t know the meaning of peace.

50Yahā̃ tō jarūr part bajānā hai nā .

54Here, you definitely need to play your parts.

51Śhāntidhām hai sweet silence home .

55The land of silence is your sweet home of silence.

52Tum ātmāō̃ kō ab yah mālūm hai ki hamārā ghar śhāntidhām hai .

56You souls now know that your home is the land of silence.

53Yahā̃ ham part bajānē āyē haĩ .

57We have come here to play our parts.

54Bāp kō bhī bulātē haĩ - hē patit-pāvan , duḥkh hartā , sukh kartā āō , hamkō is rāvaṇ key|kī jañjīrō̃ sē chhuṛāō .

58They also call out to the Father: “O Purifier, Remover of Sorrow, Bestower of Happiness, come and release us from these chains of Ravan!”

55Bhakti hai rāt , gyān hai din .

59Devotion is the night and this knowledge is the day.

56Rāt murdābād hōtī hai phir gyān jindābād hōtā hai .

60When the night comes to an end, there is victory for this knowledge.

57Yah khēl hai sukh aur duḥkh kā .

61This is a play about happiness and sorrow.

58Tum jāntē hō pahlē ham svarg mē̃ thē phir utartē-utartē ākar nīchē hell mē̃ paṛē haĩ .

62You now know that, in the beginning, you were in heaven, that you gradually came down and then reached hell.

59Kaliyug kab khalās hōgā phir satyug kab āyēgā , yah kōī nahī̃ jāntē .

63No one knows when the iron age will end or when the golden age will begin.

60Tum bāp kō jānnē sē bāp dvārā sab kuchh jān gayē hō .

64By coming to know the Father, you come to know everything from Him.

61Manuṣhya bhagvān kō ḍhūṇḍhnē kē liē kitnā dhakkā khātē haĩ .

65People stumble around so much in their search for God.

62Bāp kō jāntē hī nahī̃ .

66They don't know the Father.

63Jānē̃ tab jab bāp ākar apnā aur jāydād kā parichay dē̃ .

67Only when He Himself comes and gives His own introduction and the introduction of His property can they know Him.

64Varsā bāp sē hī miltā hai , mā̃ sē nahī̃ .

68The inheritance is received from the Father, not from the mother.

65Inkō mama bhī kahtē haĩ , parantu insē varsā nahī̃ miltā hai , inkō yād bhī nahī̃ karnā hai .

69This one is also called Mama, the mother, but you do not receive the inheritance from her. 70You mustn’t remember her.

66Brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar bhī śhiv K|kē bachchē haĩ - yah bhī kōī nahī̃ jāntē .

71Brahma, Vishnu and Shankar are also the children of Shiva. 72No one knows this either.

67Bēhad key|kī sārī duniyā kā rachayitā ēk hī bāp hai .

73Only the one Father is the Creator of the entire, unlimited world.

68Bākī sab haĩ unkī rachnā yā had K|kē rachayitā .

74All others are His creation; they are limited creators.

69Ab tum bachchō̃ kō bāp kahtē haĩ mujhē yād karō tō tumhārē vikarma vināśh hō̃ .

75The Father now tells you children: Remember Me and your sins will be absolved.

70Manuṣhya bāp kō nahī̃ jāntē haĩ tō kiskō yād karē̃  ?

76Human beings do not know the Father, and so whom would they remember?

71Isliē bāp kahtē haĩ kitnē nidhankē ban paṛē haĩ .

77Therefore, the Father says: They have become complete orphans.

72Yah bhī drama mē̃ nūndh hai .

78This too is fixed in the drama.

73Bhakti aur gyān dōnō̃ mē̃ sabsē śhrēṣhṭh karma hai - dān karnā .

79Both in devotion and in this knowledge the most elevated act is the giving of donations.

74Bhakti mārg mē̃ īśhvar arth|earth dān kartē haĩ .

80On the path of devotion, people donate in the name of God.

75Kisliē  ?

81For what?

76Kōī kāmnā tō jarūr rahtī hai .

82They definitely do have some desire.

77Samajhtē haĩ jaisā karma karē̃gē vaisā phal dūsrē janm mē̃ pāyēṅgē , is janm mē̃ jō karē̃gē uskā phal dūsrē janm mē̃ pāyēṅgē .

83They understand that whatever act they perform, they will receive the fruit of that in the next birth. 84Whatever they do in their present birth, they will receive the fruit of that in their next birth.

78Janma-janmāntar nahī̃ pāyēṅgē . 79Ēk janm kē liē phal miltā hai .

85They will not receive it for birth after birth; they only receive the fruit for one birth.

80Sabsē achchhē tē achchhā karma hōtā hai dān .

86The best act is to donate.

81Dānī kō puṇyātmā kahā jātā hai .

87A donor is called a charitable soul.

82Bhārat kō mahādānī kahā jātā hai .

88Bharat is said to be a great donor.

83Bhārat mē̃ jitnā dān hōtā hai utnā aur kōī khaṇḍ mē̃ nahī̃ .

89They don’t give as many donations in other lands as they do in Bharat.

84Bāp bhī ākar bachchō̃ kō dān kartē haĩ , bachchē phir bāp kō dān kartē haĩ .

90The Father too comes and donates to you children and you children then donate to the Father.

85Kahtē haĩ bābā āp āyēṅgē tō ham apnā tan-man-dhan sab āpkē havālē kar dēgē .

91It is said, “Baba, when You come, we will give You everything: bodies, minds and wealth.

86Āp bigar hamārā kōī nahī̃ .

92We have no one but You."

87Bāp bhī kahtē haĩ mērē liē tum bachchē hī hō .

93The Father says: I too only have you children.

88Mujhē kahtē hī haĩ heavenly god father arthāt svarg key|kī sthāpanā karnē vālā .

94You call Me Heavenly God, the Father, that is, the One who establishes heaven.

89Maĩ ākar tumkō svarg kī bādśhāhī dētā hū̃ .

95I come and give you the sovereignty of heaven.

90Bachchē mērē arth|earth sab kuchh dē dētē haĩ - bābā sab kuchh āpkā hai .

96You children give everything to Me, saying: “Baba, all of this is Yours.”

91Bhakti mārg mē̃ bhī kahtē thē - bābā , yah sab kuchh āpkā diyā huā hai .

97On the path of devotion, you also used to say: “Baba, all of this has been given to us by You.”

92Phir vah chalā jātā hai tō duḥkhī hō jātē haĩ .

98Then, when it is used up, you become unhappy.

93Vah hai bhakti kā alpkāl kā sukh .

99That is the temporary happiness of devotion.

94Bāp samjhātē haĩ bhakti mārg mē̃ tum mujhē dān-puṇya kartē hō indirect .

100The Father explains: On the path of devotion, you used to give donations and perform charity indirectly.

95Uskā phal tō tumkō miltā rahtā hai .

101You continued to receive the fruit of that.

96Ab is samay maĩ tumkō karm-akarm-vikarm kā rāz baiṭh samjhātā hū̃ .

102Now, at this present time, I explain to you the significance of action, sinful action and neutral action.

97Bhakti mārg mē̃ tum jaisē karma kartē hō uskā alpkāl sukh bhī mērē dvārā tumkō miltā hai .

103Whatever actions you performed on the path of devotion, you received the temporary happiness of that through Me.

98In bātō̃ kā duniyā mē̃ kiskō patā nahī̃ hai .

104No one else in the world knows these things.

99Bāp hī ākar karmō̃ kī gati samjhātē haĩ .

105Only the Father comes and tells you the deep points of the philosophy of karma.

100Satyug mē̃ kabhī kōī burā karma kartē hī nahī̃ .

106No one carries out any bad acts in the golden age.

101Sadaiv sukh hī sukh hai .

107There is happiness and only happiness there.

102Yād bhī kartē haĩ sukhdhām , svarg kō .

108People remember heaven as a land of happiness.

103Abhī baiṭhē haĩ nark mē̃ . 104Phir bhī kah dētē - phalānā svarg padhārā .

109Everyone is now sitting in hell but nevertheless, even then, they say that so-and-so went to heaven.

105Ātmā kō svarg kitnā achchhā lagtā hai .

110Souls like heaven so much!

106Ātmā hī kahtī hai nā - phalānā svarg padhārā .

111It is the soul that says: “So-and-so went to heaven.”

107Parantu tamōpradhān hōnē K|kē kāraṇ unkō kuchh patā nahī̃ paṛtā hai ki svarg kyā , nark kyā hai  ?

112However, because souls are now tamopradhan, they do not know what heaven is or what hell is.

108Bēhad kā bāp kahtē haĩ tum sab kitnē tamōpradhān ban gayē hō .

113The unlimited Father says: All of you have become so tamopradhan.

109Drama kō tō jāntē nahī̃ .

114You do not know this drama.

110Samajhtē bhī haĩ ki sr̥iṣhṭi kā chakra phirtā hai tō jarūr hūbahū phirēgā nā .

115You understand that the world cycle turns and so it must definitely turn identically.

111Vah sirph kahnē mātra kah dētē haĩ .

116People say this simply for the sake of saying it.

112Abhī yah hai saṅgamyug .

117It is now the confluence age.

113Is ēk hī saṅgamyug kā gāyan hai .

118There is praise of only this one confluence age.

114Ādhākalp dēvtāō̃ kā rājya chaltā hai phir vah rājya kahā̃ chalā jātā , kaun jīt lētē haĩ  ?

119The kingdom of the deities lasts for half of each cycle. 120Then, where does that kingdom disappear to? 121Who conquers it?

115Yah bhī kiskō patā nahī̃ .

122No one knows this.

116Bāp kahtē haĩ rāvaṇ jīt lētā hai .

123The Father says: Ravan conquers it.

117Unhōnnē phir dēvtāō̃ aur asurō̃ key|kī laṛāī baiṭh dikhāī hai .

124They have then shown a war between the deities and the devils.

118Ab bāp samjhātē haĩ - 5 vikārō̃ rūpī rāvaṇ sē hārtē haĩ phir jīt bhī pātē haĩ rāvaṇ par .

125The Father now explains: You are defeated by the five vices of Ravan, and you then also gain victory over Ravan.

119Tum tō pūjya thē phir pujārī patit ban jātē hō tō rāvaṇ sē hārē nā .

126You were worthy of worship and you then became worshippers; you became impure. 127Therefore, you were defeated by Ravan.

120Yah tumhārā duśhman hōnē K|kē kāraṇ tum sadaiv jalātē āyē hō .

128It is because Ravan is your enemy that you have been burning his effigy all this time.

121Parantu tumkō patā nahī̃ hai .

129However, you didn’t know this.

122Ab bāp samjhātē haĩ rāvaṇ K|kē kāraṇ tum patit banē hō .

130The Father now explains: You became impure because of Ravan.

123In vikārō̃ kō hī māyā kahā jātā hai .

131These vices are called Maya.

124Māyā jīt , jagat jīt .

132Those who conquer Maya become the conquerors of the world.

125Yah rāvaṇ sabsē purānā duśhman hai .

133Ravan is your oldest enemy.

126Abhī śhrīmat sē tum in 5 vikārō̃ par jīt pātē hō .

134You now gain victory over these five vices by following shrimat.

127Bāp āyē haĩ jīt pahnānē .

135The Father has come to make you victorious.

128Yah khēl hai nā .

136This is a game.

129Māyā tē hārē hār , māyā tē jītē jīt .

137Those who lose to Maya lose everything, and those who win against Maya win everything.

130Jīt bāp hī pahnātē haĩ isliē inkō sarvśhaktimān kahā jātā hai .

138Only the Father enables you to win. 139This is why He is called the Almighty Authority.

131Rāvaṇ bhī cum|kam śhaktimān nahī̃ hai . 132Parantu vah duḥkh dētē haĩ isliē gāyan nahī̃ hai .

140Ravan too is no less of an almighty authority but, because he causes sorrow, he isn't praised.

133Rāvaṇ hai bahut duśhtar .

141Ravan is very evil.

134Tumhārī rājāī hī chhīn lētē haĩ .

142He snatches your kingdom away.

135Abhī tum samajh gayē hō - ham kaisē hārtē haĩ phir kaisē jīt pātē haĩ  ?

143You now understand how you lose it and how you win it back.

136Ātmā chāhtī bhī hai hamkō śhānti chāhiē . 137Ham apnē ghar jāvē̃ .

144Souls also want peace: “I want to return to my home.”

138Bhakta bhagvān kō yād kartē haĩ parantu pattharbuddhi hōnē kāraṇ samajhtē nahī̃ haĩ . 139Bhagvān bābā hai , tō bāp sē jarūr varsā miltā hōgā .

145Devotees remember God, but, because their intellects are like stone, they do not understand that God is the Father, and that they must therefore surely receive the inheritance from Him.

140Miltā bhī jarūr hai parantu kab miltā hai phir kaisē ganvātē haĩ , yah nahī̃ jāntē haĩ .

146You definitely do receive it, but you don’t know when you receive it or how you then lose it.

141Bāp kahtē haĩ maĩ is brahmā tan dvārā tumkō baiṭh samjhātā hū̃ .

147The Father says: I sit in this body of Brahma and explain to you.

142Mujhē bhī organs chāhiē nā .

148I too need physical organs.

143Mujhē apnī karmēndriyā̃ tō haĩ nahī̃ .

149I do not have physical organs of my own.

144Sūkṣhmavatan mē̃ bhī karmēndriyā̃ haĩ .

150There are sense organs in the subtle region too.

145Chaltē phirtē jaisē movie bioscope hōtā hai , yah movie talkie bioscope nikalē haĩ tō bāp kō bhī samjhānē mē̃ sahaj hōtā hai .

151You walk and move around just as they do in a silent movie. 152Those movies and talkies emerged and so the Father finds it easy to explain.

146Unhō̃ kā hai bāhubal , tumhārā hai yōgbal .

153They have physical power, whereas you have the power of yoga.

147Vah dō bhāī bhī agar āpas mē̃ mil jāē̃ tō viśhva par rājya kar saktē haĩ .

154If those two brothers (Russia and America) were to come together, they could rule the whole world.

148Parantu abhī tō phūṭ paṛī huī hai .

155However, at present, they are divided.

149Tum bachchō̃ kō silence kā śhuddha ghamaṇḍ rahnā chāhiē .

156You children should have the pure pride of silence.

150Tum manmanābhav K|kē ādhār sē silence dvārā jagatjīt ban jātē hō .

157You conquer the world with silence and on the basis of “Manmanabhav”.

151Vah hai science ghamaṇḍī . 152Tum silence ghamaṇḍī apnē kō ātmā samajh bāp kō yād kartē hō .

158They have pride in science, whereas you have pride in silence, in which you consider yourselves to be souls and remember the Father.

153Yād sē tum satōpradhān ban jāyēṅgē .

159It is by having this remembrance that you become satopradhan.

154Bahut sahaj upāya batātē haĩ .

160Baba shows you a very easy method for this.

155Tum jāntē hō śhivbābā āyē haĩ ham bachchō̃ kō phir sē svarg kā varsā dēnē .

161You know that Shiv Baba has come in order to give you children your inheritance of heaven once again.

156Tumhārā jō bhī kaliyugī karmbandhan hai , bāp kahtē haĩ unkō bhūl jāō .

162Whatever iron-aged bondages you have, the Father says: Forget them.

1575 vikār bhī mujhē dān mē̃ dē dō .

163Even donate your five vices to Me.

158Tum jō mērā-mērā kartē āyē hō , mērā pati , mērā phalānā , yah sab bhūltē jāō .

164You have been saying "Mine, mine" for a long time: “My husband, my this, my that…” 165Forget all of it.

159Sab dēkhtē huē bhī unsē mamatva miṭā dō .

166Whilst seeing everything, do not have any attachment to anything.

160Yah bāt bachchō̃ kō hī samjhātē haĩ .

167Baba only explains these things to you children.

161Jō bāp kō jāntē hī nahī̃ , vah tō is bhāṣhā kō bhī samajh na sakē̃ .

168Those who do not know the Father cannot understand this language.

162Bāp ākar manuṣhya sē dēvtā banātē haĩ .

169The Father comes and changes ordinary humans into deities.

163Dēvtāyē̃ hōtē hī satyug mē̃ haĩ .

170Deities exist in the golden age.

164Kaliyug mē̃ hōtē haĩ manuṣhya .

171There are ordinary human beings in the iron age.

165Abhī tak unkī niśhāniyā̃ haĩ arthāt chitra haĩ .

172Even now, there are still signs of the deities; there are images.

166Mujhē kahtē hī haĩ patit-pāvan .

173You call Me “The Purifier”.

167Maĩ tō degrade hōtā nahī̃ hū̃ .

174I do not become degraded.

168Tum kahtē hō ham pāvan thē phir degrade hō patit banē haĩ .

175You say: “We were pure and we then became degraded and impure.

169Ab āp ākar pāvan banāō tō ham apnē ghar mē̃ jāyē̃ .

176Now, You have to come and purify us so that we can return to our home.”

170Yah hai spiritual knowledge .

177This is spiritual knowledge.

171Avināśhī gyān ratna haĩ nā .

178These are the imperishable jewels of this knowledge.

172Yah hai naī knowledge .

179This knowledge is new.

173Abhī tumkō yah knowledge sikhātā hū̃ . 174Rachayitā aur rachnā K|kē ādi , madhya , ant kā rāz batātā hū̃ .

180I now teach you this knowledge and tell you the secrets of the Creator and the beginning, the middle and the end of creation.

175Abhī yah tō hai purānī duniyā .

181This is now an old world.

176Ismē̃ tumhārē jō bhī mitr sambandhī ādi haĩ , dēh sahit sabsē mamatva nikāl dō .

182Remove all your attachment from everyone, including your friends, relatives and even your own bodies.

177Abhī tum bachchē apnā sab kuchh bāp havālē kartē hō .

183You children now have to give everything to the Father.

178Bāp phir svarg kī bādśhāhī 21 janmō̃ kē liē tumhārē havālē kar dētē haĩ .

184The Father then gives you the sovereignty of heaven for 21 births.

179Lēn-dēn tō hōtī hai nā .

185Giving and taking take place.

180Bāp tumkō 21 janmō̃ kē liē rājya-bhāgya dētē haĩ .

186The Father gives you your fortune of the kingdom for 21 births.

18121 janm , 21 pīṛhī gāyē jātē haĩ nā arthāt 21 janm pūrī life chaltī hai .

187People speak of 21 births, 21 generations. 188It means that you have a full life for 21 births.

182Bīch mē̃ kabhī śharīr chhūṭ nahī̃ saktā . 183Akālē mr̥iityu nahī̃ hōtī .

189There, you do not shed your body in middle age; there is no untimely death.

184Tum amar ban aur amarpurī K|kē mālik bantē hō .

190You become immortal and the masters of the land of immortality.

185Tumkō kabhī kāl khā na sakē .

191Death never comes to you there.

186Abhī tum marnē kē liē purūṣhārth kar rahē hō .

192You are now making effort to die.

187Bāp kahtē haĩ dēh sahit dēh K|kē sab sambandh chhōṛ ēk bāp sē sambandh rakhnā hai .

193The Father says: Renounce all your bodily relationships, including those with your own bodies, and have all your relationships with the one Father.

188Ab jānā hī hai sukh K|kē sambandh mē̃ .

194You now have to go into relationships of happiness.

189Duḥkh K|kē bandhanō̃ kō bhūltē jāyēṅgē .

195You will continue to forget any bondages of sorrow.

190Gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē pavitra bannā hai .

196Whilst living at home with your families, you have to become pure.

191Bāp kahtē haĩ māmēkam yād karō , sāth-sāth daivīguṇ bhī dhāraṇ karō .

197The Father says: Constantly remember Me alone and, along with that, imbibe divine virtues as well.

192In dēvtāō̃ jaisā bannā hai .

198Become like these deities.

193Yah hai aim object .

199This is your aim and objective.

194Yah lakṣhmī-nārāyaṇ svarg K|kē mālik thē , inhō̃ nē kaisē rājya pāyā , phir kahā̃ gayē , yah kiskō patā nahī̃ hai .

200Lakshmi and Narayan were the masters of heaven. 201How did they claim that kingdom? 202Where did they then go? 203No one knows this.

195Abhī tum bachchō̃ kō daivī guṇ dhāraṇ karnē haĩ .

204You children now have to imbibe these divine virtues.

196Kiskō bhī duḥkh nahī̃ dēnā hai .

205Never cause sorrow for anyone.

197Bāp hai hī duḥkh hartā , sukh kartā .

206The Father is the Remover of Sorrow and the Bestower of Happiness.

198Tō tumkō bhī sukh kā rāstā sabkō batānā hai arthāt andhō̃ kī lāṭhī bannā hai .

207Therefore, you have to show everyone this path to happiness, that is, you have to become sticks for the blind.

199Abhī bāp nē tumhē̃ gyān kā tīsrā nētra diyā hai .

208The Father has now given each of you a third eye of this knowledge.

200Tum jāntē hō bāp kaisē part bajātē haĩ .

209You now know how the Father plays His part.

201Abhī bāp jō tumkō paṛhā rahē haĩ phir yah paṛhāī prāyaḥlōp hō jāyēgī .

210Everything the Father teaches you now will later disappear.

202Dēvtāō̃ mē̃ yah knowledge rahtī nahī̃ .

211Deities don't have this knowledge.

203Tum brahmā mukh vaṅśhāvalī brāhmaṇ hī rachtā aur rachnā K|kē gyān kō jāntē hō .

212Only you Brahmins, you mouth-born children of Brahma, know this knowledge of the Creator and creation.

204Aur kōī jān nahī̃ saktē .

213No one else can know this.

205In lakṣhmī-nārāyaṇ ādi mē̃ bhī agar yah gyān hōtā tō paramparā chalā ātā .

214If Lakshmi and Narayan had had this knowledge, it would mean that it continues from the very beginning of time.

206Vahā̃ gyān key|kī darkār hī nahī̃ rahtī kyōṅki vahā̃ hai hī sadgati .

215There, there is no need for this knowledge, because everyone there is in a state of salvation.

207Abhī tum sab kuchh bāp kō dān dētē hō tō phir bāp tumkō 21 janmō̃ kē liē sab kuchh dē dētē haĩ .

216You now donate everything to the Father, and the Father then gives you everything for 21 births.

208Aisā dān kabhī hōtā nahī̃ .

217No one else can make such a donation.

209Tum jāntē hō ham sarvanśha dētē haĩ - bābā yah sab kuchh āpkā hai , āp hī hamārē sab kuchh hō .

218You know that you have to give everything. 219“Baba, all of this belongs to You. 220You are everything for us.

210Tvamēv mātāśhcha pitā . . . . . . . . part tō bajātē haĩ nā .

221You are the Mother and the Father.” 222He plays His part.

211Bachchō̃ kō adopt bhī kartē haĩ phir khud hī paṛhātē haĩ .

223He adopts us children and then He Himself teaches us.

212Phir khud hī gurū ban sabkō lē jātē haĩ .

224Then, He Himself becomes our Guru and takes us back home.

213Kahtē haĩ tum mujhē yād karō tō pāvan ban jāyēṅgē phir tumkō sāth lē jāūṅgā .

225He says: Remember Me and you will become pure. 226I will then take you back home with Me.

214Yah yagya rachā huā hai . 215Yah hai śhiv gyān yagya , ismē̃ tum tan-man-dhan sab svāhā kar dētē hō .

227This sacrificial fire that has been created is the sacrificial fire of this knowledge of Shiva. 228You sacrifice your bodies, minds and wealth in this.

216Khuśhī sē sab arpaṇ hō jātā hai .

229You surrender everything in happiness.

217Bākī ātmā rah jātī hai .

230Only souls remain.

218Bābā , bas ab ham āpkī śhrīmat par hī chalē̃gē .

231“Baba, we will now only follow Your shrimat.”

219Bāp kahtē haĩ gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē pavitra bannā hai .

232The Father says: Whilst living at home with your families, you have to become pure.

22060 varṣh key|kī āyu jab hōtī hai tō vānaprasth avasthā mē̃ jānē key|kī taiyārī kartē haĩ parantu vah kōī vāpis jānē kē liē thōṛēhī taiyārī kartē haĩ .

233When someone reaches the age of 60, he makes preparations to go into the stage of retirement, but he doesn’t make preparations to return home.

221Abhī tum satgurū kā mantra lētē hō manmanābhav .

234You now receive this mantra from the Satguru: Manmanabhav!

222Bhagvānuvāch - tum mujhē yād karō tō tumhārē vikarma vināśh hōṅgē .

235God speaks: Remember Me and your sins will be absolved.

223Sabkō kahō āp sabkī vānaprasth avasthā hai .

236Tell everyone: “It is now the age of retirement for all of you.

224Śhivbābā kō yād karō , ab jānā hai apnē ghar .

237Remember Shiv Baba. 238You now have to return to your home.”

225Achchhā .

239Achcha.

226Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

240To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

227Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

241The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

228Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

242Essence for dharna:

2291 ) kaliyugī sarv karmabandhanō̃ kō buddhi sē bhūl 5 vikārō̃ kā dān kar ātmā kō satōpradhān banānā hai .

243 1. Make your soul satopradhan by removing all your iron-aged bondages of karma from your intellect and by donating the five vices.

230Ēk hī silence K|kē śhuddha ghamaṇḍ mē̃ rahnā hai .

244Maintain the pure pride of silence.

2312 ) is rūdra yagya mē̃ khuśhī sē apnā tan-man-dhan sab arpaṇ kar saphal karnā hai .

245 2. Use your body, mind and wealth in a worthwhile way by sacrificing them with happiness into thissacrificial fire of Rudra.

232Is samay sab kuchh bāp havālē kar 21 janmō̃ key|kī bādśhāhī bāp sē lē lēnī hai .

246Give everything to the Father at this present time and claim your kingdom from the Father for 21 births.

Blessing

233Vardān  : rōb K|kē aṅśh kā bhī tyāg karnē vālē svamāndhārī puṇya ātmā bhav

247Blessing: May you be a charitable soul with self-respect by renouncing any trace of bossiness.

234Svamāndhārī bachchē sabhī kō mān dēnē vālē dātā hōtē haĩ .

248 The children who have self-respect are bestowers who give everyone respect.

235Dātā arthāt merciful . 236Unmē̃ kabhī kisī bhī ātmā kē prati saṅkalp mātra bhī rōb nahī̃ rahtā .

249A bestower means one who is merciful and would not have even the slightest thought of bossiness towards any soul.

237Yah aisā kyō̃  ?

250“Why is this like this?”

238Aisā nahī̃ karnā chāhiē , hōnā nahī̃ chāhiē , gyān yah kahtā hai kyā . . . yah bhī sūkṣhma rōb kā aṅśh hai .

251“You should not have done this. 252“It should not be like this.” 253“Does knowledge say this?” 254All of these things are traces of bossiness in a subtle form.

239Lēkin svamāndhārī puṇya ātmāyē̃ girē huē kō uṭhāyēṅgī , sahyōgī banāyēṅgī vah kabhī yah saṅkalp bhī nahī̃ kar saktī ki yah tō apnē karmō kā phal bhōg rahē haĩ , karē̃gē tō jarūr pāyēṅgē . . inhē̃ girnā hī chāhiē . . . .

255However, charitable souls with self-respect will uplift those who have fallen and enable them to be co-operative. 256They would never think that someone is suffering the consequences of his own actions or that someone who does something will definitely receive the result of it and should fall.

240Aisē saṅkalp āp bachchō̃ K|kē nahī̃ hō saktē .

257You children cannot have such thoughts.

Slogan

241Slōgan  : santuṣhṭatā aur prasannatā key|kī viśhēṣhtā hī uṛtī kalā kā anubhav karātī hai .

258Slogan: The specialities of contentment and happiness enable you to experience the flying stage.

259*** Om Shanti ***

242Avyakt iśhārē - satyatā aur sabhyatā rūpī culture kō apnāō

260Avyakt Signal: Adopt the culture of truth and good manners

243Satyatā K|kē śhakti key|kī niśhānī hai «  nirbhayatā ' ' .

261The sign of the power of truth is fearlessness.

244Kahā jātā hai ' sach tō biṭhō nach ' arthāt satyatā key|kī śhakti vālā sadā bēphikar niśhchinta hōnē K|kē kāraṇ , nirbhay hōnē K|kē kāraṇ khuśhī mē̃ nāchtā rahēgā .

262It is said: “When there is truth, the soul dances,” - that is, because those who have the power of truth are constantly carefree and fearless, they continue to dance in happiness.

245Yadi apnē saṅskār vā saṅkalp kamjōr haĩ tō vah kamjōrī hī man key|kī sthiti kō halchal mē̃ lātī hai isliē pahlē apnī sūkṣhma kamjōriyō̃ kō avināśhī rūdra yagya mē̃ svāhā karō .

263When your sanskars and thoughts are weak, that weakness will bring about upheaval in your mind. 264Therefore, first of all, sacrifice your subtle weaknesses into the imperishable yagya of Rudra.