सोमवार 24 मार्च 2025 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
024-03-2025 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 24/03/25 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - yah gyān tumhē̃ śhītal banātā hai , is gyān sē kām-krōdh key|kī āg khatm hō jātī hai , bhakti sē vah āg khatm nahī̃ hōtī ' '
1Essence: Sweet children, this knowledge makes you cool. 2This knowledge finishes the fires of lust and anger. 3Such fires cannot be finished by you performing devotion.
Question
2Praśhna : yād mē̃ mukhya mēhnat kaun see|sī|C hai ?
4Question: What main effort do you have to make to have remembrance?
Answer
3Uttar : bāp kī yād mē̃ baiṭhtē samay dēh bhī yād na āyē .
5Answer: At the time of sitting in remembrance of the Father, not even your own body should be remembered.
4Ātma-abhimānī ban bāp kō yād karō , yahī mēhnat hai , ismē̃ hī vighna paṛtā hai kyōṅki ādhākalp dēh-abhimānī rahē hō .
6Be soul conscious and remember the Father. 7This is the effort you have to make. 8It is in this that there are obstacles, because you have been body conscious for half a cycle.
5Bhakti mānā hī dēh key|kī yād .
9Devotion means remembering bodies.
Murli
6Ōm śhānti .
10Om shanti.
7Tum bachchē jāntē hō yād kē liē ēkānt key|kī bahut jarūrat hai .
11You children know that solitude is absolutely necessary for remembrance.
8Jitnā tum ēkānt vā śhānt mē̃ bāp kī yād mē̃ rah saktē hō utnā jhuṇḍ mē̃ nahī̃ rah saktē hō .
12You cannot stay in remembrance of the Father in a crowd as much as you can in silence and solitude.
9School mē̃ bhī bachchē paṛhtē haĩ tō ēkānt mē̃ jākar study kartē haĩ .
13When children study in a school, they study in solitude.
10Ismē̃ bhī ēkānt chāhiē .
14Here, too, you need solitude.
11Ghūmnē jātē hō tō usmē̃ bhī yād kī yātrā mukhya hai .
15Even when you go touring around, the pilgrimage of remembrance is the main thing.
12Paṛhāī tō bilkul sahaj hai kyōṅki ādhākalp māyā kā rājya ānē sē hī tum dēh-abhimānī bantē hō .
16This study is very easy. 17For half a cycle, since the beginning of the kingdom of Maya, you have been body conscious.
13Pahlā-pahlā śhatru hai dēh-abhimān .
18The first enemy is body consciousness.
14Bāp kō yād karnē kē badlē dēh kō yād kar lētē haĩ .
19Instead of remembering the Father, you remember bodies.
15Iskō dēh kā ahaṅkār kahā jātā hai .
20That is called arrogance of the body.
16Yahā̃ tum bachchō̃ kō kahā jātā hai ātma-abhimānī banō , ismē̃ hī mēhnat lagtī hai .
21Here, you children are told to become soul conscious. 22Only in this effort is required.
17Ab bhakti tō chhūṭī .
23You have now been liberated from performing devotion.
18Bhakti hōtī hī hai śharīr kē sāth .
24Devotion is performed with your bodies.
19Tīrthō̃ ādi par śharīr kō lē jānā paṛtā hai .
25You have to take your bodies to pilgrimage places etc.
20Darśhan karnā hai , yah karnā hai .
26You go to have a glimpse, to do this and to do that.
21Śharīr kō jānā paṛē .
27Your bodies have to go.
22Yahā̃ tumkō yahī chintan karnā hai ki ham ātmā haĩ , hamkō parampitā paramātmā bāp kō yād karnā hai .
28Here, your only thought is that you are souls and that you have to remember the Supreme Father, the Supreme Soul.
23Bas jitnā yād karē̃gē tō pāp kaṭ jāyēṅgē .
29To the extent that you remember Baba, accordingly, your sins will be cut away.
24Bhakti mārg mē̃ tō kabhī pāp kaṭtē nahī̃ haĩ .
30Your sins can never be cut away on the path of devotion.
25Kōī buṛhē ādi hōtē haĩ tō andar mē̃ yah vaham hōtā hai - ham bhakti nahī̃ karē̃gē tō nuksān hōgā , nāstik ban jāyēṅgē .
31An elderly person would have the concern that if he didn't perform devotion, there would be a great loss and he would become an atheist.
26Bhakti key|kī jaisē āg lagī huī hai aur gyān mē̃ hai śhītaltā .
32It is as though there is fire in devotion and coolness in this knowledge.
27Ismē̃ kām krōdh key|kī āg khatm hō jātī hai .
33The fires of lust and anger are finished by this.
28Bhakti mārg mē̃ manuṣhya kitnī bhāvnā rakhtē haĩ , mēhnat kartē haĩ .
34On the path of devotion, people have such devotional feelings that they continue to make effort.
29Samjhō badrīnāth par gayē , mūrti kā sākṣhātkār huā phir kyā !
35For instance, they may go to Badrinath and have a vision; what happens then?
30Jhaṭ bhāvnā ban jātī hai , phir badrī-nāth K|kē sivāē aur kōī key|kī yād buddhi mē̃ nahī̃ rahtī .
36They would have that pure feeling and not keep anyone but Badrinath (Lord who transforms) in their intellects.
31Āgē tō paidal jātē thē .
37Previously, they would go on foot.
32Bāp kahtē haĩ maĩ alpkāl kē liē manōkāmanā pūrī kar dētā hū̃ , sākṣhātkār karātā hū̃ . 33Bākī maĩ insē miltā nahī̃ hū̃ .
38The Father says: I fulfil their desires for a temporary period. 39I grant them a vision, but I do not meet them through that.
34Mērē bigar varsā thōṛēhī milēgā .
40They cannot receive this inheritance without Me.
35Varsā tō tumkō mērē sē hī milnā hai nā .
41Only from Me do you claim this inheritance.
36Yah tō sabhī dēhdhārī haĩ .
42All of those are bodily beings.
37Varsā ēk hī bāp rachtā sē miltā hai , bākī jō bhī haĩ jaṛ athavā chaitanya vah sārī hai rachnā .
43You receive this inheritance from only the Father, the Creator, whereas all the rest, whether living or non-living, are the creation.
38Rachnā sē kabhī varsā mil na sakē .
44You cannot receive the inheritance from a creation.
39Patit-pāvan ēk hī bāp hai .
45Only the Father is the Purifier.
40Kumāriyō̃ kō tō saṅgdōṣh sē bahut bachnā hai .
46Kumaris have to be very cautious about being influenced by bad company.
41Bāp kahtē haĩ is patitpanē sē tum ādi-madhy-ant duḥkh pātē hō .
47The Father says: By becoming impure, you receive sorrow from its beginning, through the middle until the end.
42Abhī sab haĩ patit .
48At present all are impure.
43Tumhē̃ abhī pāvan bannā hai .
49You now have to become pure.
44Nirākār bāp hī ākar tumkō paṛhātē haĩ .
50The incorporeal Father comes and teaches you.
45Aisē kabhī nahī̃ samjhō ki brahmā paṛhātē haĩ .
51Don't ever think that it is Brahma who is teaching you.
46Sabkī buddhi śhivbābā taraph rahnī chāhiē .
52Everyone's intellect should go to Shiv Baba.
47Śhivbābā in dvārā paṛhātē haĩ .
53Shiv Baba is teaching us through this one.
48Tum dādiyō̃ kō bhī paṛhānē vālā śhivbābā hai .
54It is Shiv Baba who teaches even you Dadis.
49Unkī kyā khātirī karē̃gē !
55What hospitality will you offer Him?
50Tum śhivbābā kē liē aṅgūr ām lē ātē hō , śhivbābā kahtē haĩ - maĩ tō abhōktā hū̃ .
56You bring grapes and mangoes for Shiv Baba, but Shiv Baba says: I am the One who is beyond experiencing.
51Tum bachchō̃ kē liē hī sab kuchh hai .
57Everything is for you children.
52Bhaktō̃ nē bhōg lagāyā aur bāṇṭkar khāyā .
58Devotees offer bhog and then they distribute it amongst themselves and eat it.
53Maĩ thōṛēhī khātā hū̃ .
59I do not eat it.
54Bāp kahtē haĩ maĩ tō ātā hī hū̃ tum bachchō̃ kō paṛhākar pāvan banānē .
60The Father says: I come to teach you children and make you pure.
55Pāvan bankar tum itnā ūñch pad pāyēṅgē .
61After you have become pure, you claim such a high status.
56Mērā dhandhā yah hai .
62This is My business.
57Kahtē hī haĩ śhiv bhagvānuvāch .
63They speak of the versions of God Shiva.
58Brahmā bhagvānuvāch tō kahtē nahī̃ haĩ .
64They don't speak of the versions of God Brahma.
59Brahmā vāch bhī nahī̃ kahtē haĩ .
65They do not say: Brahma speaks.
60Bhal yah bhī murlī chalātē haĩ parantu hamēśhā samjhō śhivbābā chalātē haĩ .
66Even though this one may be conducting the murlis, always consider it to be Shiv Baba who is conducting the murlis.
61Kisī bachchē kō achchhā tīr lagānā hōgā tō khud pravēśh kar lē̃gē .
67Baba understands when someone will be shot by an arrow very well, and so He enters the one who is speaking.
62Gyān kā tīr tīkhā gāyā jātā hai nā .
68The arrow of this knowledge is said to be very sharp.
63Science mē̃ bhī kitnī power hai .
69There is so much power in science.
64Bombs ādi kā kitnā dhamākā hōtā hai .
70There are so many bomb blasts etc.
65Tum kitnī silence mē̃ rahtē hō .
71You stay in so much silence.
66Science par silence vijay pātī hai .
72You achieve victory over science with silence.
67Tum is sr̥iṣhṭi kō pāvan banātē hō . 68Pahlē tō apnē kō pāvan banānā hai .
73You purify this world, but you first have to purify yourselves.
69Drama anusār pāvan bhī bannā hī hai , isliē vināśh bhī nūndhā huā hai .
74According to the drama, you have to become pure. 75This is why destruction is fixed.
70Drama kō samajh kar bahut harṣhit rahnā chāhiē .
76You have to remain very cheerful by understanding the drama.
71Abhī hamkō jānā hai śhāntidhām .
77We now have to go to the land of peace.
72Bāp kahtē haĩ vah tumhārā ghar hai . 73Ghar mē̃ tō khuśhī sē jānā chāhiē nā .
78The Father says: That is your home; you should go to your home in great happiness.
74Ismē̃ dēhī-abhimānī bannē key|kī bahut mēhnat karnī hai .
79You have to make a lot of effort to become soul conscious in this.
75Is yād kī yātrā par hī bābā bahut jōr dētē haĩ , ismē̃ hī mēhnat hai .
80Baba emphasises this pilgrimage of remembrance. 81Only in this is there effort.
76Bāp pūchhtē haĩ chaltē phirtē yād karnā sahaj hai yā ēk jagah baiṭhkar yād karnā sahaj hai ?
82The Father asks: Is it easy to remember Me whilst walking and moving around or whilst sitting in one place?
77Bhakti mārg mē̃ bhī kitnī mālā phērtē haĩ , rām-rām japtē rahtē haĩ . 78Phāydā tō kuchh bhī nahī̃ .
83People on the path of devotion sit and turn the beads of a rosary so much. 84They also continue to chant "Rama, Rama", but there is no benefit in that.
79Bāp tō tum bachchō̃ kō bilkul sahaj yukti batlātē haĩ - bhōjan banāō , kuchh bhī karō , bāp kō yād karō .
85The Father tells you children very easy methods. 86When you are preparing food or whatever else you are doing, stay in remembrance of the Father.
80Bhakti mārg mē̃ śhrīnāth dvārē mē̃ bhōg banātē haĩ , mũh kō paṭṭī bāndh dētē haĩ . 81Zarā bhī āvāz na hō .
87On the path of devotion, when they prepare bhog at Shrinath, they put a cover over their mouths so that there isn't the slightest noise.
82Vah hai bhakti mārg .
88That is the path of devotion.
83Tumkō tō bāp kō yād karnā hai .
89You have to remember the Father.
84Vō lōg itnā bhōg lagātē haĩ phir vah kōī khātē thōṛēhī haĩ . 85Paṇḍē lōgō̃ K|kē kuṭumb hōtē haĩ , vah khātē haĩ .
90Those people prepare bhog but no one eats that; it's only the family of the guide who eat it.
86Tum yahā̃ jāntē hō hamkō śhivbābā paṛhātē haĩ .
91Here, you know that it is Shiv Baba who is teaching you.
87Bhakti mē̃ thōṛēhī yah samajhtē haĩ ki hamkō śhivbābā paṛhātē haĩ .
92On the path of devotion, they don't consider it to be Shiv Baba who is teaching them.
88Bhal śhiv purāṇ banāyā hai parantu unmē̃ śhiv-pārvatī , śhiv-śhaṅkar sab milā diyā hai , vah paṛhnē sē kōī phāydā nahī̃ hōtā hai .
93Although they have created the Shiv Purana (scripture), they have mixed Shiva and Parvati and Shiva and Shankar in that. 94There is no benefit in studying that.
89Har ēk kō apnā śhāstra paṛhnā chāhiē .
95Each one has to study his own scripture.
90Bhāratvāsiyō̃ kī hai ēk gītā . 91Kriściyan kā Bible ēk hōtā hai .
96The people of Bharat have the Gita and the Christians only have the one Bible.
92Dēvī-dēvtā dharm kā śhāstra hai gītā .
97The scripture of the deities is the Gita.
93Usmē̃ hī knowledge hai .
98There is this knowledge in that.
94Knowledge hī paṛhī jātī hai .
99It is only knowledge that is studied.
95Tumkō knowledge paṛhnī hai .
100You have to study this knowledge.
96Laṛāī ādi key|kī bātē̃ jin kitābō̃ mē̃ haĩ , ussē tumhārā kōī kām hī nahī̃ hai .
101You do not have anything to do with the books that mention anything about battles.
97Ham haĩ yōgbal vālē phir bāhubal vālō̃ key|kī kahāniyā̃ kyō̃ sunē̃ !
102We are the ones with the power of yoga, and so why should we listen to the things of those who have physical power?
98Tumhārī vāstav mē̃ laṛāī hai nahī̃ . 99Tum yōgbal sē 5 vikārō̃ par vijay pātē hō .
103In fact, you do not even have a battle; you conquer the five vices with the power of yoga.
100Tumhārī laṛāī hai 5 vikārō̃ sē .
104Your battle is with the five vices.
101Vah tō manuṣhya , manuṣhya sē laṛāī kartē haĩ . 102Tum apnē vikārō̃ sē laṛāī laṛtē hō .
105There, it is human beings who fight human beings, whereas you fight your own vices.
103Yah bātē̃ sannyāsī ādi samjhā na sakē̃ .
106Sannyasis cannot explain these things.
104Tumkō kōī drill ādi bhī nahī̃ sikhlāī jātī hai .
107You are not taught to do drill etc.
105Tumhārī drill hai hī ēk .
108You only have the one drill.
106Tumhārā hai hī yōgbal .
109Yours is the power of yoga.
107Yād K|kē bal sē 5 vikārō̃ par jīt pātē hō .
110You conquer the five vices with the power of yoga.
108Yah 5 vikār duśhman haĩ . 109Unmē̃ bhī number one hai dēh-abhimān .
111Those five vices are your enemies and, out of those, body consciousness is number one.
110Bāp kahtē haĩ tum tō ātmā hō nā .
112The Father says: Each of you is a soul.
111Tum ātmā ātī hō , ākar garbh mē̃ pravēśh kartī hō . 112Maĩ tō is śharīr mē̃ virājmān huā hū̃ .
113You the souls come down here and enter a womb, whereas I become present in this body.
113Maĩ kōī garbh mē̃ thōṛēhī jātā hū̃ .
114I do not enter a womb.
114Satyug mē̃ tum garbh mahal mē̃ rahtē hō . 115Phir rāvaṇ rājya mē̃ garbh jēl mē̃ jātē hō . 116Maĩ tō pravēśh kartā hū̃ .
115In the golden age, you stay in the palace of a womb and then, in the kingdom of Ravan, you go into the jail of a womb, whereas I simply incarnate.
117Iskō divya janm kahā jātā hai .
116This is known as a divine birth.
118Drama anusār mujhē ismē̃ ānā paṛtā hai . 119Inkā nām brahmā rakhtā hū̃ kyōṅki mērā banā hai nā .
117According to the drama, I have to enter this one and I name him Brahma. 118I name him Brahma because he belongs to Me.
120Adopt hōtē haĩ tō nām kitnē achchhē-achchhē rakhtē haĩ .
119When children are adopted, they are given such beautiful names.
121Tumhārē bhī bahut achchhē-achchhē nām rakhē .
120You were also given very good names.
122List baṛī wonderful āī thī , sandēśhī dvārā .
121There was a wonderful list of names that came through a trance messenger.
123Bābā kō sab nām thōṛēhī yād haĩ .
122Baba does not remember all the names.
124Nām sē tō kōī kām nahī̃ .
123There is no connection with the names.
125Śharīr par nām rakhā jātā hai nā .
124Names are only given to the bodies.
126Ab tō bāp kahtē haĩ apnē kō ātmā samjhō , bāp kō yād karō . 127Bas .
125The Father now says: Consider yourselves to be souls and remember the Father, that's all.
128Tum jāntē hō ham pūjya dēvtā bantē haĩ phir rājya karē̃gē .
126You know that you are becoming worthy of worship deities and that you will then rule.
129Phir bhakti mārg mē̃ hamārē hī chitra banāyēṅgē .
127Then, on the path of devotion, there will only be your images.
130Dēviyō̃ K|kē bahut chitra banātē haĩ .
128Many images of the deities are created.
131Ātmāō̃ key|kī bhī pūjā hōtī hai . 132Miṭṭī K|kē sāligrām banātē haĩ phir rāt kō tōṛ ḍāltē haĩ .
129Souls too are worshipped: they create saligrams out of clay and then break them up at night.
133Dēviyō̃ kō bhī sazākar , pūjā kar phir samudra mē̃ ḍāl dētē haĩ .
130They decorate the images of the deities, worship them and then sink them in the ocean.
134Bāp kahtē haĩ mērā bhī rūp banākar , khilā pilākar phir mujhē kah dētē ṭhikkar-bhittar mē̃ hai .
131The Father says: They even create an image of Me and feed it, and then they say that I am in the pebbles and stones.
135Sabsē durdaśhā tō mērī kartē haĩ .
132They have degraded Me the most.
136Tum kitnē garīb ban gayē hō .
133You have become so poor.
137Garīb hī phir ūñch pad pātē haĩ .
134It's only poor ones who then claim a high status.
138Sāhūkār muśhkil uṭhātē haĩ .
135Wealthy ones are scarcely able to take this knowledge.
139Bābā bhī sāhūkārō̃ sē itnā lēkar kyā karē̃gē !
136What would Baba do by taking so much from wealthy ones?
140Yahā̃ tō bachchō̃ K|kē bū̃d-bū̃d sē yah makān ādi bantē haĩ .
137Here, everything is created through every drop of the children.
141Kahtē haĩ bābā hamārī ēk īṭ lagā dō . 142Samajhtē haĩ return mē̃ hamkō sōnē-chāndī K|kē mahal milē̃gē .
138They say: "Baba, put one brick in my name", and they think that, in return, they will receive palaces of gold and silver.
143Vahā̃ tō sōnā ḍhēr rahtā hai .
139There is plenty of gold there; there will be bricks of gold.
144Sōnē key|kī īṭē̃ hōgī tab tō makān banē̃gē .
140Therefore, buildings will be built of it.
145Tō bāp bahut pyār sē kahtē haĩ - mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ , ab mujhē yād karō , ab nāṭak pūrā hōtā hai .
141So, the Father says with a lot of love: Sweet, sweet children, you must now remember Me; the play is now coming to an end.
146Bāp garīb bachchō̃ kō sāhūkār bannē key|kī yukti batātē haĩ - mīṭhē bachchē , tumhārē pās|pass jō kuchh bhī hai transfer kar dō .
142The Father gives methods to you poor children to make you wealthy: Sweet children, whatever you have, transfer all of it.
147Yahā̃ tō kuchh bhī rahnā nahī̃ hai .
143Nothing will remain here.
148Yahā̃ jō transfer karē̃gē vah naī duniyā mē̃ tumkō sau guṇā hōkar milēgā .
144Whatever you transfer from here, you will receive it one hundred-fold in the new world.
149Bābā kuchh māṅgtē nahī̃ haĩ .
145Baba doesn't ask you for anything.
150Vah tō dātā hai , yah yukti batāī jātī hai .
146He is the Bestower. 147He is simply telling you a method.
151Yahā̃ tō sab miṭṭī mē̃ mil jānā hai .
148Everything here is to turn to dust.
152Kuchh transfer kar dēgē tō tumkō naī duniyā mē̃ milēgā .
149If you transfer something, you will receive it in that new world.
153Is purānī duniyā K|kē vināśh kā samay hai .
150It is now time for the destruction of this old world.
154Yah kuchh bhī kām mē̃ nahī̃ āyēgā isliē bābā kahtē haĩ ghar-ghar mē̃ university cum|kam hospital khōlō jissē health aur wealth milēgī .
151Nothing of this will be useful. 152This is why Baba says: Open a university-cum-hospital in every home through which you receive health and wealth.
155Yahī mukhya hai .
153This is the main thing.
156Achchhā !
154Achcha.
157Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
158Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
159Rātri class 12-3-68
155Night class – 12/01/1969
160Is samay tum garīb sādhāraṇ mātāyē̃ puruṣhārth karkē ūñch pad pā lētī hō .
156You poor and ordinary mothers make effort at this time and claim a high status.
161Yagya mē̃ madad ādi bhī mātāyē̃ bahut kartī haĩ , puruṣh bahut thōṛē haĩ jō madadgār bantē haĩ .
157In the yagya, it is the mothers who help a lot whereas very few men become helpers.
162Mātāō̃ kō vārispanē kā naśhā nahī̃ rahtā .
158Mothers do not have the intoxication of becoming heirs.
163Vah bīj bōtī rahtī , apnā jīvan banātī rahtī .
159They (women) continue to sow the seeds and continue to create their own lives.
164Tumhārā gyān hai yathārth , bākī hai bhakti .
160Your knowledge is accurate and then there is devotion.
165Rūhānī bāp hī ākar gyān dētē haĩ .
161Only the spiritual Father comes and gives you this knowledge.
166Bāp kō samajhē̃ tō bāp sē varsā jarūr lēvē̃ .
162If you consider the Father to be your Father, you would definitely claim your inheritance from Him.
167Tumkō bāp puruṣhārth karātē rahtē haĩ , samjhātē rahtē haĩ .
163The Father continues to inspire you to make effort and continues to explain to you.
168Time west|waste mat karō .
164Do not waste your time.
169Bāp jāntē haĩ kōī achchhē puruṣhārthī haĩ kōī medium , kōī third .
165The Father knows that some are good effort-makers, some are of a medium level and others are of the third level.
170Bābā sē pūchhē̃ tō bābā jhaṭ batā dē - tum first hō yā second hō yā third hō .
166If you were to ask Baba, Baba would instantly tell you whether you are first, second or third.
171Kiskō gyān nahī̃ dētē hō tō third class ṭhaharē .
167If you don’t give this knowledge to anyone, you are third class.
172Sabūt nahī̃ dētē tō bābā jarūr kahē̃gē nā .
168If you don’t show any evidence, Baba would definitely tell you.
173Bhagvān ākar jō gyān sikhlātē haĩ vō phir prāyaḥlōp hō jātā hai .
169The knowledge that God teaches you when He comes then disappears.
174Yah kiskō bhī patā nahī̃ hai .
170No one knows this.
175Drama K|kē plan anusār yah bhakti mārg hai , insē kōī mujhē prāpt kar nahī̃ saktā . 176Satyug mē̃ kōī jā nahī̃ saktā .
171According to the drama plan, no one can attain Me through that path of devotion or go to the golden age.
177Abhī tum bachchē puruṣhārth kar rahē hō .
172You children are now making effort.
178Kalp pahlē misal jitnā jisnē puruṣhārth kiyā hai , utnā kartē rahtē haĩ .
173However much effort each of you made in the previous cycle, you continue to do the same.
179Bāp samajh saktē haĩ apnā kalyāṇ kaun kar rahē haĩ .
174The Father can understand which children are benefitting themselves.
180Bāp tō kahē̃gē rōz in lakṣhmī nārāyaṇ K|kē chitra kē āgē ākar baiṭhō .
175The Father says: Come and sit in front of the picture of Lakshmi and Narayan every day.
181Bābā āpkī śhrīmat par yah varsā ham jarūr lē̃gē .
176Baba, by following Your shrimat, we will definitely claim this inheritance.
182Āp samān banānē key|kī service kā śhauk jarūr chāhiē .
177You definitely need to have the keen interest to make others the same as yourselves.
183Centres vālō̃ kō bhī likhtā hū̃ , itnē varṣh paṛhē hō kiskō paṛhā nahī̃ saktē hō tō bākī paṛhē kyā hō !
178I even write to those at the centres: You have been studying this knowledge for this many years, and if you are unable to teach others, what have you studied?
184Bachchō̃ key|kī unnati tō karnī chāhiē nā .
179You children should make progress.
185Buddhi mē̃ sārā din service K|kē khyāl chalnē chāhiē .
180Throughout the day, there should be thoughts of service in your intellects.
186Tum vānaprasthī hō nā .
181You are in the stage of retirement.
187Vānaprasthiyō̃ K|kē bhī āśhram hōtē haĩ .
182There are ashrams for those who are in the stage of retirement.
188Vānaprasthiyō̃ kē pās jānā chāhiē , marnē K|kē pahlē lakṣhya tō batā dō .
183You should go to those who have retired. 184Tell them the aim before they die.
189Vāṇī sē parē tumhārī ātmā jāyēgī kaisē ! 190Patit ātmā tō jā na sakē .
185How will your soul go beyond sound? 186Impure souls cannot go there.
191Bhagvānuvāch māmēkam yād karō tō tum vānaprasth mē̃ chalē jāyēṅgē .
187God speaks: Constantly remember Me alone and you will go into retirement, the land beyond sound.
192Banāras mē̃ bhī service ḍhēr hai .
188There is a lot of service that can be done in Benares too.
193Bahut sādhu lōg kāśhīvās K|kē liyē vahā̃ rahtē haĩ , sārā din kahtē rahtē haĩ śhiv kāśhī viśhvanāth gaṅgā .
189So many sages live there in order to reside at Kashi. 190Throughout the day, they continue to chant: Shiv Kashi Vishwanath Ganga (The Ganges came from Kashi through Shiva who is the Master of the World.)
194Tumhārē andar mē̃ sadaiv khuśhī key|kī tālī bajtī rahnī chāhiē .
191Let there be constant applause of happiness in yourselves.
195Student hō nā !
192You are students, are you not?
196Service bhī kartē haĩ , paṛhtē bhī haĩ .
193You are doing service and also studying.
197Bāp kō yād karnā hai , varsā lēnā hai .
194You have to remember the Father and claim your inheritance.
198Ham ab śhivbābā kē pās jātē haĩ .
195We are going to Shiv Baba.
199Yah manmanābhav hai .
196This is “Manmanabhav”.
200Parantu bahutō̃ kō yād rahtī nahī̃ hai . 201Jharmuī jhagmuī kartē rahtē .
197However, many are not able to remember Him: they continue to gossip.
202Mūl bāt hai yād kī .
198The main thing is remembrance.
203Yād hī khuśhī mē̃ lāyēgī .
199It is remembrance that will make you happy.
204Sabhī chāhtē tō haĩ ki viśhva mē̃ śhānti hō .
200All of you want there to be peace in the world.
205Bābā bhī kahtē haĩ unhē̃ samjhāō ki viśhva mē̃ śhānti ab sthāpan hō rahī hai , isliyē bābā lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē chitra kō jāstī mahatva dētē haĩ .
201Baba says: Explain to them that peace in the world is now being established. 202This is why Baba gives greater importance to the picture of Lakshmi and Narayan.
206Bōlō , yah duniyā sthāpan hō rahī hai , jahā̃ sukh-śhānti , pavitratā sab thā .
203Tell them: That world, where there was happiness, peace and purity, is being established.
207Sabhī kahtē haĩ viśhva mē̃ śhānti hō .
204Everyone says that there should be peace in the world.
208Prize bhī bahutō̃ kō miltī rahtī hai .
205Many continue to receive prizes.
209World mē̃ peace|pīs sthāpan karnē vālā tō mālik hōgā nā .
206It would be the Master who establishes peace in the world.
210Inhō̃ K|kē rājya mē̃ viśhva mē̃ śhānti thī . 211Ēk bhāṣhā , ēk rājya , ēk dharm thā .
207In their kingdom, there was peace in the world; there was one language, one kingdom and one religion.
212Bākī sabhī ātmāyē̃ nirākārī duniyā mē̃ thī .
208All other souls were in the incorporeal world.
213Aisī duniyā kisnē sthāpan kī thī !
209Who established such a world?
214Peace|pīs kisnē sthāpan kī thī !
210Who established peace?
215Foreigners bhī samajhē̃gē yah paradise thā , inhō̃ kā rājya thā .
211Foreigners, too, understand that that was Paradise and that it used to be their (Lakshmi and Narayan’s) kingdom.
216World mē̃ peace|pīs tō ab sthāpan hō rahī hai .
212Peace in the world is now being established.
217Bābā nē samjhāyā thā prabhāt phērī mē̃ bhī yah lakṣhmī-nārāyaṇ kā chitra nikālō . 218Jō sabhī K|kē kānō̃ mē̃ āvāj paṛē ki yah rājya sthāpan hō rahā hai . 219Nark kā vināśh sāmnē khaṛā hai .
213Baba had explained that you should use the picture of Lakshmi and Narayan when you go around everywhere in the mornings so that the sound enters everyone’s ears that that kingdom is being established, that destruction of hell is just ahead.
220Yah tō jāntē haĩ drama anusār śhāyad dērī hai .
214You know that, according to the drama, there will perhaps still be a delay.
221Baṛō-baṛō̃ K|kē takdīr mē̃ abhī nahī̃ hai .
215This is not in the fortune of eminent people.
222Phir bhī bābā puruṣhārth karātē rahtē haĩ .
216Nevertheless, Baba continues to inspire you to make effort.
223Drama anusār service chal rahī hai .
217Service is continuing to take place according to the drama.
224Achchhā .
218Achcha.
225Goodnight .
219Good night.
220To you sweetest, beloved long-lost and now-found children, love remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada. 221The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
226Dhārṇā kē liē mukhya sār :
222Essence for dharna:
2271 ) saṅgdōṣh sē apnī bahut-bahut sambhāl karnī hai .
223 1. Remain very cautious of the influence of bad company.
228Kabhī patitō̃ K|kē saṅg mē̃ nahī̃ ānā hai .
224Never go into the company of impure ones.
229Silence bal sē is sr̥iṣhṭi kō pāvan banānē key|kī sēvā karnī hai .
225Do the service of purifying this world with the power of silence.
2302 ) drama kō achchhī tarah samajhkar harṣhit rahnā hai .
226 2. Understand the drama very clearly and remain cheerful.
231Apnā sab kuchh naī duniyā kē liē transfer karnā hai .
227Transfer everything of yours to the new world.
Blessing
232Vardān : bāp dvārā saphaltā kā tilak prāpt karnē vālē sadā āgyākārī , diltakhta naśhīn bhav
228Blessing: May you be constantly obedient and, while seated on the heart throne receive a tilak of success from the Father.
233Bhāgya vidhātā bāp rōz amr̥itvēlē apnē āgyākārī bachchō̃ kō saphaltā kā tilak lagātē haĩ .
229 Every day at amrit vela, the Father, the Bestower of Fortune, gives a tilak of success to each of His obedient children.
234Āgyākārī brāhmaṇ bachchē kabhī mēhnat vā muśhkil śhabda mukh sē tō kyā saṅkalp mē̃ bhī nahī̃ lā saktē haĩ .
230You obedient Brahmin children cannot use the words “hard work” or “difficult” in your speech or even in your thoughts.
235Vah sahajyōgī ban jātē haĩ isliē kabhī bhī dilśhikasta nahī̃ banō lēkin sadā diltakhtanaśhīn banō , merciful banō .
231You have become easy yogis and so you never become disheartened, but are constantly seated on the heart throne and are merciful.
236Aham bhāv aur vaham bhāv kō samāpt karō .
232You finish any consciousness of “I” or any feeling of doubt.
Slogan
237Slōgan : viśhva parivartan key|kī date nahī̃ sōchō , svayã K|kē parivartan key|kī ghaṛī niśhchit karō .
233Slogan: Do not think about the date of world transformation, but fix the time for your own transformation.
234*** Om Shanti ***
238Avyakt iśhārē - satyatā aur sabhyatā rūpī culture kō apnāō
235Avyakt Signal: Adopt the culture of truth and good manners
239Jō purity key|kī personality sē sampann royal ātmāyē̃ haĩ unhē̃ sabhyatā key|kī dēvī kahā jātā hai .
236Those who are royal souls with the personality of purity are called goddesses of manners.
240Unmē̃ krōdh vikār key|kī impurity bhī nahī̃ hō saktī .
237They cannot have any impurity of the vice of anger.
241Krōdh kā sūkṣhma rūp īrṣhyā , dvēṣh , ghr̥iṇā bhī agar andar mē̃ hai tō vah bhī agni hai jō andar hī andar jalātī hai .
238If there is the slightest subtle form of anger in the form of jealousy, conflict or dislike, that too is a fire which burns inside you.
242Bāhar sē lāl , pīlā nahī̃ hōtā , lēkin kālā hōtā hai .
239Externally, you don’t become red or yellow, but you become dark and dirty.
243Tō ab is kālēpan kō samāpt kar sachchē aur sāph banō .
240So, finish that ugliness and become honest and clean.