मंगलवार 25 मार्च 2025 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
025-03-2025 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 25/03/25 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - tum bāp K|kē bachchē mālik hō , tumnē kōī bāp kē pās śharaṇ nahī̃ lī hai , bachchā kabhī bāp key|kī śharaṇ mē̃ nahī̃ jātā ' '
1Essence: Sweet children, you children of the Father are the masters. 2You have not taken refuge with the Father. 3A child never takes refuge with his father.
Question
2Praśhna : kis bāt kā sadā simraṇ hōtā rahē tō māyā taṅg nahī̃ karēgī ?
4Question: Which aspect should you constantly churn so that Maya does not distress you?
Answer
3Uttar : ham bāp kē pās āyē haĩ , vah hamārā bābā bhī hai , śhikṣhak bhī hai , satgurū bhī hai parantu hai nirākār .
5Answer: You have come to the Father. 6Although He is incorporeal, He is our Baba, our Teacher and also our Satguru.
4Ham nirākārī ātmāō̃ kō paṛhānē vālā nirākār bābā hai , yah buddhi mē̃ simraṇ rahē tō khuśhī kā pārā chaṛhā rahēgā phir māyā taṅg nahī̃ karēgī .
7It is the incorporeal Baba who teaches us incorporeal souls. 8If you constantly churned this aspect, your mercury of happiness would remain high and Maya would not distress you.
Murli
5Ōm śhānti .
9Om shanti.
6Trimūrti bāp nē bachchō̃ kō samjhāyā hai . 7Trimūrti bāp hai nā .
10The Trimurti Father explains to you children that He is the Trimurti Father.
8Tīnō̃ kō rachnē vālā vah ṭhaharā|ṭhahrā sarv kā bāp kyōṅki ūñch tē ūñch vah bāp hī hai .
11The Creator of all three is the Father of all because only that Father is the Highest on High.
9Bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ hai ham unkē bachchē haĩ .
12It is in the intellects of you children that you are His children.
10Jaisē bāp paramdhām mē̃ rahtē haĩ vaisē ham ātmāyē̃ bhī vahā̃ key|kī nivāsī haĩ .
13Just as the Father resides in the supreme abode, so you souls are also residents of that place.
11Bāp nē yah bhī samjhāyā hai ki yah drama hai , jō kuchh hōtā hai vah drama mē̃ ēk hī bār hōtā hai .
14The Father has also explained that this is a drama. 15Whatever happens in this drama only happens once.
12Bāp bhī ēk hī bār paṛhānē ātē haĩ .
16The Father also only comes once to teach us.
13Tum kōī śharaṇāgati nahī̃ lētē hō .
17You do not take refuge.
14Yah akṣhar bhakti mārg K|kē haĩ - śharaṇ paṛī maĩ tērē .
18These words, "I have taken refuge with You", belong to the path of devotion.
15Bachchā kabhī bāp key|kī śharaṇ paṛtā hai kyā !
19Would a child ever seek refuge with his father?
16Bachchē tō mālik hōtē haĩ .
20You children are the masters.
17Tum bachchē bāp key|kī śharaṇ nahī̃ paṛē hō .
21You children have not taken refuge with the Father.
18Bāp nē tumkō apnā banāyā hai . 19Bachchō̃ nē bāp kō apnā banāyā hai .
22The Father has made you belong to Him and you children have made the Father belong to you.
20Tum bachchē bāp kō bulātē hī hō ki bābā āō , hamkō apnē ghar lē jāō athavā rājāī dō .
23You children call out to the Father: O Baba, come! 24Come and take us back to our home, that is: Give us the kingdom.
21Ēk hai śhāntidhām , dūsrā hai sukhdhām .
25One is the land of peace and the other is the land of happiness.
22Sukhdhām hai bāp key|kī milkiyat aur duḥkhdhām hai rāvaṇ key|kī milkiyat .
26That land of happiness is the Father's property and this land of sorrow is Ravan's property.
235 vikārō̃ mē̃ phansnē sē duḥkh hī duḥkh hai .
27There is nothing but sorrow in being trapped by the five vices.
24Ab bachchē jāntē haĩ - ham bābā kē pās āyē haĩ .
28You children now know that you have come to Baba.
25Vah bāp bhī hai , śhikṣhak bhī hai parantu hai nirākār .
29Although He is incorporeal, He is the Father and the Teacher.
26Ham nirākārī ātmāō̃ kō paṛhānē vālā bhī nirākār hai .
30The One who teaches us incorporeal souls is also incorporeal.
27Vah hai ātmāō̃ kā bāp .
31He is the Father of souls.
28Yah sadaiv buddhi mē̃ simraṇ hōtā rahē tō bhī khuśhī kā pārā chaṛhē .
32If you constantly churned this aspect, your mercury of happiness would rise.
29Yah bhūlnē sē hī māyā taṅg kartī hai .
33It is only when you forget this that Maya causes you distress.
30Abhī tum bāp kē pās baiṭhē hō tō bāp aur varsā yād ātā hai .
34When you sit with the Father, you remember the Father and the inheritance.
31Aim object tō buddhi mē̃ hai nā .
35Your aim and objective is in your intellects.
32Yād śhivbābā kō karnā hai .
36You have to remember Shiv Baba.
33Śhrīkr̥iṣhṇa kō yād karnā tō bahut sahaj hai , śhivbābā kō yād karnē mē̃ hī mēhnat hai .
37It is very easy to remember Shri Krishna, but there is effort in having remembrance of Shiv Baba.
34Apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karnā hai .
38You have to consider yourselves to be souls and remember the Father.
35Śhrīkr̥iṣhṇa agar hō , us par tō sabhī jhaṭ phidā hō jāē̃ . 36Khās mātāyē̃ tō bahut chāhtī haĩ hamkō śhrīkr̥iṣhṇa jaisā bachchā milē , śhrīkr̥iṣhṇa jaisā pati milē .
39If it were Shri Krishna, they would all sacrifice themselves to him instantly, especially the mothers who have a great desire to have a child like Shri Krishna or a husband like Shri Krishna.
37Abhī bāp kahtē haĩ maĩ āyā huā hū̃ , tumkō śhrīkr̥iṣhṇa jaisā bachchā athavā pati bhī milēgā arthāt in jaisā guṇvān sarvguṇ sampann , 16 kalā sampūrṇ sukh dēnē vālā tumkō milēgā .
40The Father now says: I have come, and you will receive a childlike Shri Krishna or a husband like Shri Krishna. 41That is, you will find someone like him who is virtuous, full of all virtues, 16 celestial degrees full.
38Svarg athavā śhrīkr̥iṣhṇapurī mē̃ sukh hī sukh hai .
42There is nothing but happiness in heaven, that is, in the land of Shri Krishna.
39Bachchē jāntē haĩ yahā̃ ham paṛhtē haĩ - śhrīkr̥iṣhṇapurī mē̃ jānē kē liē .
43You children know that you are studying here in order to go to the land of Shri Krishna.
40Svarg kō hī sab yād kartē haĩ nā .
44Everyone remembers heaven.
41Kōī martā hai tō kahtē haĩ phalānā svargvāsī huā phir tō khuśh hōnā chāhiē , tālī bajānī chāhiē . 42Nark sē nikalkar svarg mē̃ gayā - yah tō bahut achchhā huā .
45When someone dies, people say that he has become a resident of heaven. 46Therefore, they should be happy; they should applaud the fact that he has left hell and gone to heaven; that is very good.
43Jab kōī kahē phalānā svarg padhārā tō bōlō kahā̃ sē gayā ?
47When someone says that so-and-so has become a resident of heaven, ask him: From where did he go?
44Jarūr nark sē gayā .
48He must surely have gone from hell.
45Ismē̃ tō bahut khuśhī key|kī bāt hai . 46Sabkō bulākar ṭōlī khilānī chāhiē .
49Therefore, that is a matter of great happiness; you should call everyone and distribute toli.
47Parantu yah tō samajh key|kī bāt hai .
50However, this is a matter of understanding.
48Vah aisē nahī̃ kahē̃gē 21 janm kē liē svarg gayā .
51They would not say that he has gone to heaven for 21 births.
49Sirph kah dētē haĩ svarg gayā .
52They simply say that he has gone to heaven.
50Achchhā , phir unkī ātmā kō yahā̃ bulātē kyō̃ hō ?
53Achcha, then why do you invite that soul back here?
51Nark kā bhōjan khilānē ?
54Why feed him with the food of hell?
52Nark mē̃ tō bulānā nahī̃ chāhiē .
55You should not call him back into hell again.
53Yah bāp baiṭh samjhātē haĩ , her|har bāt gyān kī hai nā .
56The Father sits here and explains that all these aspects are of this knowledge.
54Bāp kō bulātē haĩ hamkō patit sē pāvan banāō tō jarūr patit śharīrō̃ kō khatm karnā paṛē .
57You call out to the Father to come and purify you, and so your impure bodies definitely have to be destroyed.
55Sab mar jāyēṅgē phir kaun kiskē liē rōyēṅgē ?
58When everyone dies, who would cry for others?
56Ab tum jāntē hō ham yah śharīr chhōṛ jāyēṅgē apnē ghar .
59You now know that you are to leave your bodies and go to your home.
57Abhī yah practice kar rahē haĩ ki kaisē śharīr chhōṛē̃ .
60You are now practising how to leave your bodies.
58Aisā purūṣhārth duniyā mē̃ kōī kartē hōṅgē !
61Is there anyone else who would be making such effort?
59Tum bachchō̃ kō yah gyān hai ki hamārā yah purānā śharīr hai .
62You children have the knowledge that these are your old bodies.
60Bāp bhī kahtē hai maĩ purānī juttī kā loan lētā hū̃ .
63The Father says: I take the loan of an old shoe.
61Drama mē̃ yah rath hī nimitt banā huā hai .
64This chariot has become the instrument in the drama.
62Yah badal nahī̃ saktā .
65This cannot change.
63Inkō phir tum 5 hazār varṣh bād dēkhē̃gē .
66You will see it again after 5000 years.
64Drama kā rāz samajh gayē nā .
67You have understood the significance of this drama.
65Yah bāp K|kē sivāē aur kōī mē̃ tākat nahī̃ jō samjhā sakē .
68No one, except the Father, has the power to explain all of this to you.
66Yah pāṭhśhālā baṛī wonderful hai , yahā̃ būṛhē bhī kahē̃gē ham jātē haĩ bhagvān key|kī pāṭhśhālā mē̃ - bhagvān bhagvatī bannē .
69This pathshala is very wonderful. 70Even the elderly say: We are going to God's pathshala in order to become gods and goddesses.
67Arē buṛhiyā̃ thōṛēhī kabhī school paṛhtī haĩ .
71Old women never go to study in schools.
68Tumsē kōī pūchhē tum kahā̃ jātē hō ? 69Bōlō , ham jātē haĩ īśhvarīy university mē̃ . 70Vahā̃ ham rājyōg sīkhtē haĩ .
72If anyone asks you where you are going, tell him: We are going to the Godly University where we study Raja Yoga.
71Akṣhar aisē sunāō jō vah chakrit hō jāē̃ .
73Tell them such words that they are amazed.
72Būṛhē bhī kahē̃gē ham jātē haĩ bhagvān key|kī pāṭhśhālā mē̃ .
74Even old people say that they are going to God's pathshala.
73Yahā̃ yah wonder hai , ham bhagvān kē pās paṛhnē jātē haĩ .
75Here, it is a wonder that we come to study with God.
74Aisā aur kōī kah na sakē .
76No one else can say this.
75Kahē̃gē nirākār bhagvān phir kahā̃ sē āyā ?
77They will then ask: Where does incorporeal God come from?
76Kyōṅki vah tō samajhtē haĩ bhagvān nām-rūp sē nyārā hai .
78They think that God is beyond name and form.
77Abhī tum samajh sē bōltē hō .
79You now speak with this understanding.
78Har ēk mūrti K|kē occupation kō tum jāntē hō .
80You also know the occupation of each idol.
79Buddhi mē̃ yah pakkā hai ki ūñch tē ūñch śhivbābā hai , jiskī ham santān haĩ .
81It is firm in your intellects that the Highest on High is Shiv Baba and that we are His children.
80Achchhā , phir sūkṣhmavatanvāsī brahmā-viṣhṇu-śhaṅkar , tum sirph kahnē mātra nahī̃ kahtē hō .
82Achcha. 83You do not say simply for the sake of saying it that Brahma, Vishnu and Shankar are the residents of the subtle region.
81Tum tō jigrī jāntē hō ki brahmā dvārā sthāpanā kaisē kartē haĩ .
84You know in your hearts how establishment is being carried out through Brahma.
82Sivāē tumhārē aur kōī bhī biography batā na sakē̃ .
85No one, except you, can tell anyone the biography.
83Apnī biography hī nahī̃ jāntē haĩ tō aurō̃ key|kī kaisē jānē̃gē ?
86They do not know their own biographies, so how could they tell you anyone else's?
84Tum abhī sab kuchh jān gayē hō .
87You now know everything.
85Bāp kahtē haĩ maĩ jō jāntā hū̃ sō tum bachchō̃ kō samjhātā hū̃ .
88The Father says: I explain to you children all that I know.
86Rājāī bhī bāp bigar tō kōī dē na sakē .
89No one, except the Father, can give you that kingdom.
87In lakṣhmī-nārāyaṇ nē kōī laṛāī sē yah rājya nahī̃ pāyā hai .
90Lakshmi and Narayan did not claim the kingdom through a war.
88Vahā̃ laṛāī hōtī nahī̃ . 89Yahā̃ tō kitnā laṛtē-jhagaṛtē haĩ .
91There are no wars there, whereas people here continue to fight a lot.
90Kitnē ḍhēr manuṣhya haĩ .
92There are so many human beings.
91Abhī tum bachchō̃ K|kē dil andar yah ānā chāhiē ki ham bāp sē dādā dvārā varsā pā rahē haĩ .
93It should enter your hearts that you are claiming the Father's inheritance through Dada.
92Bāp kahtē haĩ - māmēkam yād karō , aisē nahī̃ kahtē ki jismē̃ pravēśh kiyā hai unkō bhī yād karō .
94The Father says: Constantly remember Me alone. 95He doesn't say that you must also remember the one whom He has entered; no.
93Nahī̃ , kahtē haĩ māmēkam yād karō .
96He says: Constantly remember Me alone.
94Vō sannyāsī lōg apnā phōṭō nām sahit dētē haĩ .
97Those sannyasis give away their photos with their names.
95Śhivbābā kā phōṭō kyā nikālē̃gē ?
98How could you take a photo of Shiv Baba?
96Bindī kē ūpar nām kaisē likhē̃gē !
99How could you write a name above a point?
97Bindī par śhivbābā nām likhē̃gē tō bindī sē bhī nām baṛā hō jāyēgā .
100If you write the name, “Shiv Baba”, above the point, the name above would be larger.
98Samajh key|kī bātē̃ haĩ nā .
101These matters have to be understood.
99Tō bachchō̃ kō baṛā khuśh hōnā chāhiē ki hamkō śhivbābā paṛhātē haĩ .
102Therefore, children, you should be very happy that Shiv Baba is teaching you.
100Ātmā paṛhtī hai nā . 101Saṅskār ātmā hī lē jātī hai .
103It is souls study and souls who carry the sanskars.
102Abhī bābā ātmā mē̃ saṅskār bhar rahē haĩ .
104Baba is now filling you souls with these sanskars.
103Vah bāp bhī hai , teacher bhī hai , gurū bhī hai .
105He is the Father as well as the Teacher and the Guru.
104Jō bāp tumkō sikhlātē haĩ tum aurō̃ kō bhī yah sikhlāō , sr̥iṣhṭi chakra kō yād karō aur karāō .
106You should teach others that which the Father teaches you. 107Remember this world cycle and also inspire others to remember it.
105Jō unmē̃ guṇ haĩ vah bachchō̃ kō bhī dētē haĩ .
108He gives the virtues that He has to you children.
106Kahtē haĩ maĩ gyān kā sāgar , sukh kā sāgar hū̃ . 107Tumkō bhī banātā hū̃ .
109He says: I am the Ocean of Knowledge, the Ocean of Happiness, and I also make you this.
108Tum bhī sabhī kō sukh dō .
110You should also give happiness to everyone.
109Mansā , vāchā , karmaṇā kōī kō bhī duḥkh na dō .
111You should never cause sorrow for anyone through your thoughts, words or deeds.
110Sabkē kān mē̃ yahī mīṭhī-mīṭhī bāt sunāō ki śhivbābā kō yād karō tō yād sē vikarma vināśh hōṅgē .
112Speak these sweet things into the ears of everyone: Remember Shiv Baba and all your sins will be absolved.
111Sabkō yah sandēśh dēnā hai ki bābā āyā hai , unsē yah varsā pāō .
113You have to give everyone the message that Baba has come and that they should claim this inheritance from Him.
112Sabkō yah sandēśh dēnā paṛē .
114Give this message to everyone.
113Ākhrīn akhbār vālē bhī ḍālē̃gē .
115Eventually, it will even be printed in the newspapers.
114Yah tō jāntē hō ant mē̃ sab kahē̃gē ahō prabhū tērī līlā . . . āp hī sabkō sadgati dētē hō .
116You know that, at the end, everyone will say: O God, your wonderful games are unique. 117Only You grant us salvation.
115Duḥkh sē chhuṛāē sabkō śhāntidhām mē̃ lē jātē hō .
118You liberate everyone from sorrow and take them to the land of peace.
116Yah bhī jādūgarī ṭhaharī nā .
119This is also magic.
117Unhō̃ kī hai alpkāl kē liē jādūgarī .
120Their magic is for a temporary period.
118Yah tō manuṣhya sē dēvtā banātē haĩ , 21 janm kē liē .
121That One changes you from humans into deities for 21 births.
119Is manmanābhav K|kē jādū sē tum lakṣhmī-nārāyaṇ bantē hō .
122You become Lakshmi and Narayan through the magic of “Manmanabhav”.
120Jādūgar , ratnāgar yah sab nām śhivbābā par haĩ , na ki brahmā par .
123All the names, such as the Magician, the Jeweller, apply to Shiv Baba, not to Brahma Baba.
121Yah brāhmaṇ - brāhmaṇiyā̃ sab paṛhtē haĩ .
124All of you Brahma Kumars and Kumaris are studying.
122Paṛhkar phir paṛhātē haĩ .
125You study and then teach others.
123Bābā akēlā thōṛēhī paṛhātē haĩ .
126Baba does not teach everyone on His own.
124Bābā tumkō ikṭṭhā paṛhātē haĩ , tum phir aurō̃ kō paṛhātē hō .
127Baba teaches you all together and you then teach others.
125Bāp rājyōg sikhlā rahē haĩ .
128The Father is teaching Raja Yoga.
126Vahī bāp rachayitā hai , śhrīkr̥iṣhṇa tō rachnā hai nā .
129Only the Father is the Creator; Shri Krishna is a creation.
127Varsā rachayitā sē miltā hai , na ki rachnā sē .
130You receive the inheritance from the Creator, not a creation.
128Śhrīkr̥iṣhṇa sē varsā nahī̃ miltā hai .
131You do not receive the inheritance from Shri Krishna.
129Viṣhṇu K|kē dō rūp yah lakṣhmī-nārāyaṇ haĩ . 130Chhōṭēpan mē̃ rādhē-kr̥iṣhṇa haĩ .
132The two forms of Vishnu are Lakshmi and Narayan; in their childhood they are Radhe and Krishna.
131Yah bātē̃ bhī pakkā yād kar lō .
133Remember these aspects very firmly.
132Būṛhē bhī tīkhē chalē jāē̃ tō ūñch pad pā saktē haĩ . 133Buṛhiyō̃ kā phir thōṛā mamatva bhī rahtā hai . 134Apnē hī rachnā rūpī jāl mē̃ phans paṛtī haĩ .
134If the old men go fast, they can claim a high status, but old women still have some attachment: they remain trapped in the webs of their own creations.
135Kitnō̃ key|kī yād ā jātī hai , unsē buddhiyōg tōṛ aur phir ēk bāp sē jōṛnā ismē̃ hī mēhnat hai .
135They remember so many. 136Only in breaking the intellects away from all of them and linking it in yoga to the one Father alone is there effort.
136Jītē jī marnā hai .
137You have to die a living death.
137Buddhi mē̃ ēk bār tīr lag gayā tō bas .
138Once the arrow strikes the target of the intellect, that's it.
138Phir yukti sē chalnā hōtā hai .
139However, you still have to continue with great tact.
139Aisē bhī nahī̃ kōī sē bātchīt nahī̃ karnī hai .
140It shouldn't be that you do not even speak to anyone.
140Gr̥ihastha vyavahār mē̃ bhal rahō , sabsē bātchīt karō .
141You may stay in your household. 142You may talk to everyone.
141Unsē bhī riśhtā bhal rakhō .
143You may have a relationship with them.
142Bāp kahtē haĩ - charity begins at home .
144The Father says: Charity begins at home.
143Agar riśhtā hī nahī̃ rakhē̃gē tō unkā uddhār kaisē karē̃gē ?
145If you do not have a relationship with them, how would you uplift them?
144Dōnō̃ sē tōṛ nibhānā hai .
146You have to fulfil your responsibilities to both sides.
145Bābā sē pūchhtē haĩ - śhādī mē̃ jāū̃ ?
147Some ask Baba: Should I go to a wedding?
146Bābā kahē̃gē kyō̃ nahī̃ jāō .
148Baba says: Why not?
147Bāp sirph kahtē haĩ kām mahāśhatru hai , us par jīt pānī hai tō tum jagat jīt ban jāyēṅgē .
149The Father simply says: Lust is the greatest enemy. 150You have to conquer it and you will then become the conquerors of the world.
148Nirvikārī hōtē hī haĩ satyug mē̃ .
151In the golden age, they are all viceless.
149Yōgbal sē paidāis hōtī hai .
152Creation takes place through the power of yoga.
150Bāp kahtē haĩ nirvikārī banō .
153The Father says: Become viceless.
151Ēk tō yah pakkā karō ki ham śhivbābā kē pās baiṭhē haĩ , śhivbābā hamkō 84 janmō̃ key|kī kahānī batātē haĩ .
154Firstly, make it firm that you are sitting with Shiv Baba, and that Shiv Baba is telling you the story of 84 births.
152Yah sr̥iṣhṭi chakra phirtā rahtā hai .
155This world cycle continues to turn.
153Pahlē-pahlē dēvī-dēvtāyē̃ ātē haĩ satōpradhān , phir punarjanma lētē-lētē tamōpradhān bantē haĩ .
156First of all, the deities come; they are satopradhan and they then become tamopradhan whilst taking rebirth.
154Duniyā purānī patit bantī hai .
157The world becomes old and impure.
155Ātmā hī patit hai nā .
158Souls are also impure.
156Yahā̃ key|kī kōī chīz mē̃ sār nahī̃ hai .
159There is no strength in anything that belongs here.
157Kahā̃ satyug K|kē phal-phūl kahā̃ yahā̃ K|kē !
160There is a great difference between the flowers and fruit of the golden age and those here.
158Vahā̃ kabhī khaṭṭī bānsī chīz hōtī nahī̃ .
161There are never any sour or stale things there.
159Tum vahā̃ kā sākṣhātkār bhī kar ātē hō .
162You have visions of that place.
160Tumhārī dil hōtī hai yah phal-phūl lē jāyē̃ . 161Parantu yahā̃ ātē hō tō vah gum hō jātā .
163Your hearts want to bring those flowers and fruit here, but when you return, they have disappeared.
162Yah sab sākṣhātkār karāē bachchō̃ kō bāp bahlātē haĩ .
164The Father entertains some children by granting them these visions.
163Yah hai rūhānī bāp , jō tumkō paṛhātē haĩ .
165That spiritual Father is the One who teaches you.
164Is śharīr dvārā paṛhtī ātmā hai , na ki śharīr .
166It is the soul and not the body that studies.
165Ātmā kō śhuddha abhimān hai - maĩ bhī yah varsā lē rahā hū̃ , svarg kā mālik ban rahā hū̃ .
167The soul has the pure pride that he is claiming his inheritance from the Father and that he is also becoming a master of the world.
166Svarg mē̃ tō sab jāyēṅgē parantu sabkā nām tō lakṣhmī-nārāyaṇ nahī̃ hōgā nā .
168You will all go to heaven, but not all of you will be called Lakshmi or Narayan.
167Varsā ātmā pātī hai .
169It is souls who receive the inheritance.
168Yah gyān aur kōī dē na sakē sivāē bāp K|kē .
170No one, except the Father, can give you this knowledge.
169Yah tō university hai , ismē̃ chhōṭē bachchē , javān sab paṛhtē haĩ .
171This is a university and the young, the mature and the elderly all study here.
170Aisā college kabhī dēkhā ?
172Have you ever seen such a college?
171Vah manuṣhya sē barrister doctor ādi bantē haĩ . 172Yahā̃ tum manuṣhya sē dēvtā bantē hō .
173There, they become barristers or doctors etc. whereas here, you change from humans into deities.
173Tum jāntē hō - bābā hamārā teacher , satgurū hai , vah hamkō sāth lē jāyēṅgē .
174You know that Baba is your Teacher and Satguru and that He will take you back with Him.
174Phir ham paṛhāī anusār ākar sukhdhām mē̃ pad pāyēṅgē . 175Bāp tō kabhī tumhārē satyug kō dēkhtā bhī nahī̃ .
175Then, according to how you studied, you will go and claim your status in that land of happiness. 176The Father never even sees your golden age.
176Śhivbābā pūchhtē haĩ - ham satyug dēkhtē haĩ ?
177Shiv Baba asks: Do I see the golden age?
177Dēkhnā tō śharīr sē hōtā hai , unkō apnā śharīr tō hai nahī̃ , tō kaisē dēkhē̃gē ?
178It has to be seen through a body but He does not have a body of His own, so how could He see it?
178Yahā̃ tum bachchō̃ sē bāt kartē haĩ , dēkhtē haĩ yah sārī purānī duniyā hai .
179He talks to you children here and He sees that the entire world is old.
179Śharīr bigar tō kuchh dēkh na sakē̃ .
180Without a body, He cannot see anything.
180Bāp kahtē haĩ maĩ patit duniyā patit śharīr mē̃ ākar tumkō pāvan banātā hū̃ .
181The Father says: I enter this impure world and an impure body and make you pure.
181Maĩ svarg dēkhtā bhī nahī̃ hū̃ .
182I do not even see heaven.
182Aisē nahī̃ ki kōī K|kē śharīr sē chhip kar dēkh āū̃ .
183It isn't that I can secretly see it through someone's body; no.
183Nahī̃ , part hī nahī̃ hai .
184It is not even in My part.
184Tum kitnī naī-naī bātē̃ suntē hō .
185You listen to so many new things.
185Tō ab is purānī duniyā sē dil nahī̃ lagānī hai .
186Therefore, you must not attach your hearts to this old world.
186Bāp kahtē haĩ jitnā pāvan banē̃gē tō ūñch pad milēgā .
187The Father says: To the extent that you become pure, so you will receive a high status.
187Sārī yād K|kē yātrā key|kī bājī hai .
188It is all a game of the pilgrimage of remembrance.
188Yātrā par bhī manuṣhya pavitra rahtē haĩ phir jab lauṭ ātē haĩ tō phir apavitr bantē haĩ .
189People stay pure while they are on a pilgrimage, but when they return home they become impure again.
189Tum bachchō̃ kō khuśhī bahut hōnī chāhiē .
190You children should have a lot of happiness.
190Jāntē hō bēhad K|kē bāp sē ham bēhad svarg kā varsā lētē haĩ tō unkī śhrīmat par chalnā hai .
191You know that you are claiming your unlimited inheritance of heaven from the unlimited Father. 192So, you must follow His shrimat.
191Bāp kī yād sē hī satōpradhān bannā hai .
193You have to become satopradhan by having remembrance of the Father.
19263 janmō̃ key|kī kaṭ chaṛhī huī hai . 193Vah is janm mē̃ utārnī hai , aur kōī taklīph nahī̃ hai .
194Rust has been accumulating on you for 63 births and you have to remove that in this birth. 195There is no other difficulty.
194Viṣh pīnē key|kī jō bhūkh lagtī hai , vah chhōṛ dēnī hai , unkā tō khyāl bhī na karō .
196You have to renounce the hunger you have for drinking poison. 197You must not even think about it.
195Bāp kahtē haĩ in vikārō̃ sē hī tum janma-janmāntar duḥkhī huē hō .
198The Father says: You have been unhappy for many births because of those vices.
196Kumāriyō̃ par tō bahut taras paṛtā hai .
199He has a lot of mercy for the kumaris.
197Bioscope mē̃ jānē sē hī kharāb hō paṛtē haĩ , issē hī hell mē̃ chalē jātē haĩ .
200Everyone who goes to a cinema becomes bad. 201It is through this that they go to hell.
198Bhal bābā kōī kō kahtē haĩ dēkhnē mē̃ harjā nahī̃ hai , parantu tumkō dēkh aur bhī jānē lag paṛē̃gē isliē tumhē̃ nahī̃ jānā hai .
202Baba says to some: It doesn't matter if you watch a film, but, on seeing you go, many others would start going there. 203This is why you must not go there.
199Yah hai bhāgīrath .
204This one is Bhagirath (The Lucky Chariot).
200Bhāgyaśhālī rath hai nā jō nimitt banā hai - drama mē̃ apnē rath kā loan dēnē .
205He is the fortunate chariot who has become the instrument in the drama to give his chariot on loan.
201Tum samajhtē hō - bābā inmē̃ ātē haĩ , yah hai husain kā ghōṛā .
206You understand that Baba enters this one. 207This is the horse of Hussein.
202Tum sabkō hasīn banātē haĩ .
208He makes all of you beautiful.
203Bāp khud hasīn hai , parantu rath yah liyā hai .
209The Father Himself is beautiful and He has taken this chariot.
204Drama mē̃ inkā part hī aisā hai .
210His part in the drama is such.
205Ab ātmāyē̃ jō kālī ban gaī hai unkō golden aged banānā hai .
211The souls that have now become ugly have to be made golden aged.
206Bāp sarvśhaktimān hai yā drama ?
212Is the Father or is the drama the Almighty Authority?
207Drama hai phir unmē̃ jō actors haĩ unmē̃ sarvśhaktimān kaun hai ?
213It is the drama; then, within that, who of all the actors is the Almighty Authority?
208Śhivbābā . 209Aur phir rāvaṇ .
214Shiv Baba and then Ravan.
210Ādhākalp hai rām rājya , ādhākalp hai rāvaṇ rājya .
215For half a cycle, there is the kingdom of Rama and for half a cycle, there is the kingdom of Ravan.
211Ghaṛī-ghaṛī bāp kō likhtē haĩ ham bāp kī yād bhūl jātē haĩ . 212Udās hō jātē haĩ .
216Some children repeatedly write to the Father and say that they forget the Father; they become unhappy.
213Arē tumkō svarg kā mālik banānē āyā hū̃ phir tum udās kyō̃ rahtē hō !
217Oh! 218But I have come to make you into the masters of the world, and so why are you unhappy?
214Mēhnat tō karnī hai , pavitra bannā hai .
219You have to make effort; you have to become pure.
215Aisē hī tilak dē dēvē̃ kyā !
220Can Baba give you a tilak just like that?
216Āpēhī apnē kō rājtilak dēnē K|kē lāyak banānā hai - gyān aur yōg sē .
221You have to make yourself worthy with this knowledge and yoga of giving yourself a tilak of self-sovereignty.
217Bāp kō yād kartē rahō tō tum āpēhī tilak K|kē lāyak ban jāyēṅgē .
222Continue to remember the Father and you will become worthy of giving yourself a tilak.
218Buddhi mē̃ hai śhivbābā hamārā sweet bāp , teacher , satgurū hai .
223It is in your intellects that Shiv Baba is your sweet Father, Teacher and Satguru.
219Hamkō bhī bahut sweet banātē haĩ .
224He also makes us very sweet.
220Tum jāntē hō ham śhrīkr̥iṣhṇapurī mē̃ jarūr jāyēṅgē .
225You know that you will definitely go to the land of Shri Krishna.
221Her|har 5 hazār varṣh kē bād bhārat svarg jarūr bannā hai .
226Bharat definitely becomes heaven every 5000 years.
222Phir nark bantā hai .
227It then becomes hell.
223Manuṣhya samajhtē haĩ jō dhanvān haĩ unkē liē yahā̃ hī svarg hai , garīb nark mē̃ haĩ .
228People think that it is heaven here for those who are wealthy and that the poor are in hell.
224Parantu aisā nahī̃ hai .
229However, it is not like that.
225Yah hai hī nark .
230This is hell.
226Achchhā !
231Achcha.
227Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
232To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
228Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
233The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
229Dhārṇā kē liē mukhya sār :
234Essence for dharna:
2301 ) bioscope ( cinema ) hell mē̃ jānē kā rāstā hai , isliē bioscope nahī̃ dēkhnā hai .
235 1. A cinema is the way to go to hell; therefore, you must not watch films.
231Yād kī yātrā sē pāvan ban ūñch pad lēnā hai , is purānī duniyā sē dil nahī̃ lagānī hai .
236You have to become pure and claim a high status by going on the pilgrimage of remembrance. 237Do not attach your heart to this old world.
2322 ) mansā-vāchā-karmaṇā kōī kō bhī duḥkh nahī̃ dēnā hai .
238 2. Do not cause sorrow for anyone through your thoughts, words or deeds.
233Sabkē kānō̃ mē̃ mīṭhī-mīṭhī bātē̃ sunānī haĩ , sabkō bāp kī yād dilānī hai .
239You have to say sweet things in the ears of everyone. 240Remind everyone to have remembrance of the Father.
234Buddhiyōg ēk bāp sē juṛānā hai .
241You must link your intellect in yoga with the one Father alone.
Blessing
235Vardān : smr̥iti kā switch on kar second mē̃ aśharīrī sthiti kā anubhav karnē vālē prīt buddhi bhav
242Blessing: May you switch on your awareness and experience the bodiless stage in a second with your loving intellect.
236Jahā̃ prabhū prīt hai vahā̃ aśharīrī bannā ēk second K|kē khēl K|kē samān hai .
243 Where there is love for God, becoming bodiless is like a game of a second.
237Jaisē switch on kartē hī andhkār samāpt hō jātā hai .
244Darkness is dispelled as soon as you switch on a light.
238Aisē prīt buddhi ban smr̥iti kā switch on karō tō dēh aur dēh key|kī duniyā key|kī smr̥iti kā switch off hō jāyēgā .
245In the same way, when you become one with a loving intellect and you switch on your awareness, the switch of awareness of the body and the physical world is switched off.
239Yah second kā khēl hai .
246This is a game of a second.
240Mukh sē bābā kahnē mē̃ bhī time lagtā hai lēkin smr̥iti mē̃ lānē mē̃ time nahī̃ lagtā .
247It takes time to say, “Baba, Baba” with your mouth, but it doesn’t take any time to take Baba into your awareness.
241Yah bābā śhabda hī purānī duniyā kō bhūlnē kā ātmik bomb hai .
248The word “Baba” is the soul-conscious bomb with which you forget the old world.
Slogan
242Slōgan : dēh bhān key|kī miṭṭī K|kē bōjh sē parē rahō tō double light phariśhtā ban jāyēṅgē .
249Slogan: Remain beyond the mud of body consciousness and you will become a double-light angel.
250*** Om Shanti ***
243Avyakt iśhārē - satyatā aur sabhyatā rūpī culture kō apnāō
251Avyakt Signal: Adopt the culture of truth and good manners
244Satyatā key|kī parakh hai saṅkalp , bōl , karma , sambandh-sampark sabmē̃ divyatā key|kī anubhūti hōnā .
252To discern purity is to experience divinity in your thoughts, words, actions, relationships and connections.
245Kōī kahtē haĩ maĩ tō sadā sach bōltā hū̃ lēkin bōl vā karma mē̃ agar divyatā nahī̃ hai tō dūsrē kō āpkā sach , sach nahī̃ lagēgā isliē satyatā key|kī śhakti sē divyatā kō dhāraṇ karō .
253Some say: “I always speak the truth”, but if there isn’t any divinity in their words and actions, others will not feel anything true in their truth. 254Therefore, imbibe divinity with the power of truth.
246Kuchh bhī sahan karnā paṛē , ghabrāō nahī̃ .
255No matter what you have to tolerate, do not be afraid.
247Satya samay pramāṇ svayã siddha hōgā .
256Truth will automatically be revealed according to the time.