गुरुवार 27 मार्च 2025 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
027-03-2025 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 27/03/25 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - khivaiyā āyā hai tumhārī naīyā pār lagānē , tum bāp sē sachchē hōkar rahō tō naīyā hilēgī-ḍulēgī lēkin ḍūb nahī̃ saktī ' '
1Essence: Sweet children, the Boatman has come to take your boat across. 2Remain true to the Father and although your boat may rock, it will not sink.
Question
2Praśhna : bāp kī yād bachchō̃ kō yathārth na rahnē kā mukhya kāraṇ kyā hai ?
3Question: What is the main reason why you children are not able to stay accurately in remembrance of the Father?
Answer
3Uttar : sākār mē̃ ātē-ātē bhūl gayē haĩ ki ham ātmā nirākār haĩ aur hamārā bāp bhī nirākār hai , sākār hōnē K|kē kāraṇ sākār key|kī yād sahaj ā jātī hai .
4Answer: Because you are in corporeal forms, you have forgotten that you are incorporeal souls and that your Father is also incorporeal. 5Because you are in corporeal forms, you are easily able to remember corporeal forms.
4Dēhī-abhimānī ban apnē kō bindī samajh bāp kō yād karnā - isī mē̃ hī mēhnat hai .
6You have to become soul conscious, consider yourselves to be points and remember the Father. 7Only in this is there effort.
Murli
5Ōm śhānti .
8Om shanti.
6Śhiv bhagvānuvāch .
9God Shiva speaks.
7Inkā nām tō śhiv nahī̃ hai nā .
10This one's name is not Shiva.
8Inkā nām hai brahmā aur in dvārā bāt kartē haĩ śhiv bhagvānuvāch .
11His name is Brahma and God Shiva speaks through him.
9Yah tō bahut bār samjhāyā hai kōī manuṣhya kō yā dēvtā kō athavā sūkṣhmavatanvāsī brahmā-viṣhṇu-śhaṅkar kō bhagvān nahī̃ kahā jātā .
12It has been explained to you many times that you cannot call any human being, deity or resident of the subtle region, Brahma, Vishnu or Shankar, ‘God’.
10Jinkā kōī ākār vā sākār chitra hai unkō bhagvān nahī̃ kah saktē .
13Anyone who has a subtle or a gross image cannot be called God.
11Bhagvān kahā hī jātā hai bēhad K|kē bāp kō .
14Only the unlimited Father is called God.
12Bhagvān kaun hai , yah kōī kō bhī patā nahī̃ .
15No one knows who God is.
13Nētī-nētī kahtē haĩ arthāt ham nahī̃ jāntē .
16They simply continue to say "Neti, neti", that is, they do not know.
14Tumhārē mē̃ bhī bahut thōṛē haĩ jō yathārth rīti jāntē haĩ .
17There are also very few of you who know this accurately.
15Ātmā kahtī hai - hē bhagvān .
18Souls say: O God!
16Ab ātmā tō hai bindī . 17Tō bāp bhī bindī hī hōgā .
19However, a soul is a point, and so the Father too must be a point.
18Ab bāp bachchō̃ kō baiṭh samjhātē haĩ .
20The Father now sits here and explains to you children.
19Bābā kē pās kaī aisē bachchē haĩ , jō yah bhī nahī̃ samajhtē ki ham ātmā kaisē bindī haĩ !
21Baba has some children, they do not understand how they are souls, simply points.
20Kōī tō achchhī rīti samajhtē haĩ , bāp kō yād kartē haĩ .
22However, there are some who understand this very well; they remember the Father.
21Bēhad kā bāp hai sachchā hīrā .
23The unlimited Father is the true Diamond.
22Hīrē kō bahut achchhī ḍibbī mē̃ ḍālā jātā hai .
24Diamonds are always kept in very good, small boxes.
23Kōī kē pās achchhē hīrē hōtē haĩ tō kiskō dikhlānā hō tō sōnē-chāndī key|kī ḍibbī mē̃ ḍāl phir dikhātē haĩ .
25Anyone who has a diamond and wants to show it to others would always show it in a box of gold or silver.
24Hīrē kō jauhrī hī jānē aur kōī jān na sakē .
26Only a jeweller can recognise a diamond; no one else can recognise one.
25Jhūṭhā hīrā dikhāyē̃ tō bhī kiskō patā na paṛē .
27No one would know if a fake diamond were being shown.
26Aisē bahut ṭhag jātē haĩ .
28There are many who are cheated in this way.
27Tō ab sachchā bāp āyā hai , parantu jhūṭhē bhī aisē-aisē haĩ jō manuṣhyō̃ kō kuchh bhī patā nahī̃ paṛtā .
29The true Father has now come, but there are such false people that no one is able to recognise anything.
28Gāyā bhī jātā hai sach key|kī nānv hilē-ḍulē par ḍūbē nahī̃ .
30It is sung that the boat of truth may rock but it will not sink.
29Jhūṭh key|kī nānv hiltī nahī̃ hai , inkō kitnā hilānē key|kī kartē haĩ .
31The boat of falsehood will not rock no matter how much you try to rock it.
30Jō yahā̃ is nānv mē̃ baiṭhē huē haĩ vah bhī hilānē key|kī kōśhiśh kartē haĩ .
32Even those who are sitting here try to rock the boat.
31Traitor gāyē jātē haĩ nā .
33They are said to be traitors.
32Ab tum bachchē jāntē hō khivaiyā bāp āyā huā hai .
34You children now know that the Father, the Boatman, has come.
33Bāgvān bhī hai .
35He is also the Master of the Garden.
34Bāp nē samjhāyā hai yah hai kāṇṭō̃ kā jaṅgal .
36The Father has explained that this is a jungle of thorns.
35Sabhī patit haĩ nā .
37All are impure.
36Kitnā jhūṭh hai .
38They are so false.
37Sachchē bāp kō virlā kōī jāntā hai .
39Hardly anyone knows the true Father.
38Yahā̃ vālē bhī kaī pūrā nahī̃ jāntē , pūrī pahchān nahī̃ , kyōṅki gupta hai nā .
40Even those who are here do not know Him completely; they do not recognise Him accurately because He is incognito.
39Bhagvān kō yād tō sab kartē haĩ , yah bhī jāntē haĩ ki vah nirākār hai . 40Paramdhām mē̃ rahtē haĩ .
41Everyone remembers God, and they also know that He is incorporeal and resides in the supreme region.
41Ham bhī nirākār ātmā haĩ - yah nahī̃ jāntē .
42They do not know that they too are incorporeal souls.
42Sākār mē̃ baiṭhē-baiṭhē vah bhūl gayē haĩ .
43Whilst sitting in corporeal forms, they have forgotten this.
43Sākār mē̃ rahtē-rahtē sākār hī yād ā jātā hai .
44Whilst staying in the corporeal world, they only remember the corporeal.
44Tum bachchē abhī dēhī-abhimānī bantē hō .
45You children are now becoming soul conscious.
45Bhagvān kō kahā jātā hai - parampitā paramātmā .
46God is called the Supreme Father, the Supreme Soul.
46Yah samajhnā tō bilkul sahaj hai .
47It is very easy to understand this.
47Parampitā arthāt parē sē parē rahnē vālā param ātmā .
48“The Supreme Father” means the Supreme Soul who stays in the land beyond.
48Tumkō kahā jātā hai ātmā .
49You are called souls.
49Tumkō param nahī̃ kahē̃gē . 50Tum tō punarjanma lētē hō nā .
50You cannot be called the Supreme; you take rebirth.
51Yah bātē̃ kōī bhī nahī̃ jāntē .
51No one knows these things.
52Bhagvān kō bhī sarvavyāpī kah dētē haĩ .
52They even call God omnipresent.
53Bhakta bhagvān kō ḍhūṇḍhtē haĩ , pahāṛō̃ par , tīrthō par , nadiyō̃ par bhī jātē haĩ .
53Devotees search for God on the mountains. 54They even go to pilgrimage places and to rivers.
54Samajhtē haĩ nadī patit-pāvnī hai , usmē̃ snān kar ham pāvan ban jāyēṅgē .
55They think that rivers are Purifiers and that, by bathing in them, they will become pure.
55Bhakti mārg mē̃ yah bhī kiskō patā nahī̃ paṛtā ki hamkō chāhiē kyā !
56None of them on the path of devotion knows what they want.
56Sirph kah dētē haĩ mukti chāhiē , mōkṣh chāhiē kyōṅki yahā̃ duḥkhī hōnē K|kē kāraṇ taṅg haĩ .
57They simply say that they want liberation or eternal liberation (moksha). 58They are unhappy here because they are distressed.
57Satyug mē̃ kōī mōkṣh vā mukti thōṛēhī māṅgtē haĩ .
59No one in the golden age asks for eternal liberation or liberation.
58Vahā̃ bhagvān kō kōī bulātē nahī̃ , yahā̃ duḥkhī hōnē K|kē kāraṇ bulātē haĩ .
60No one calls out to God there. 61They call out to Him here because they are unhappy.
59Bhakti sē kōī kā duḥkh her|har nahī̃ saktē .
62No one's sorrow can be removed by performing devotion.
60Bhal kōī sārā din rām-rām baiṭh japē , tō bhī duḥkh her|har nahī̃ saktē .
63Even though someone may sit and chant "Rama, Rama" throughout the day, his sorrow still cannot be removed.
61Yah hai hī rāvaṇ rājya .
64This is the kingdom of Ravan.
62Duḥkh tō galē sē jaisē bāndhā huā hai .
65It is as though sorrow is tied around their necks.
63Gātē bhī haĩ duḥkh mē̃ simraṇ sab karē̃ sukh mē̃ karē na kōī .
66They even sing: Everyone remembers God at the time of sorrow, whereas no one remembers Him in happiness.
64Iskā matlab jarūr sukh thā , ab duḥkh hai .
67This means that there definitely was happiness at one time and that there is now sorrow.
65Sukh thā satyug mē̃ , duḥkh hai abhī kaliyug mē̃ isliē iskō kāṇṭō̃ kā jaṅgal kahā jātā hai .
68There was happiness in the golden age and now, in the iron age, there is sorrow. 69This is why it is called a jungle of thorns.
66Pahlā number hai dēh-abhimān kā kāṇṭā .
70The number one thorn is body consciousness.
67Phir hai kām kā kāṇṭā .
71Then, there is the thorn of lust.
68Abhī bāp samjhātē haĩ - tum in āṅkhō̃ sē jō kuchh dēkhtē hō vah vināśh hōnē kā hai .
72The Father now explains: Whatever you see with those eyes, it is all to be destroyed.
69Ab tumkō chalnā hai śhāntidhām .
73You now have to go to the land of silence.
70Apnē ghar kō aur rājdhānī kō yād karō .
74You have to remember your home and your kingdom.
71Ghar key|kī yād K|kē sāth-sāth bāp kī yād bhī jarūrī hai kyōṅki ghar kōī patit-pāvan nahī̃ hai .
75Together with having remembrance of your home, it is also essential to remember the Father, because it is not the home that is the Purifier.
72Tum patit-pāvan bāp kō kahtē hō .
76You call the Father, “The Purifier”.
73Tō bāp kō hī yād karnā paṛē .
77So, you have to remember the Father.
74Vah kahtē haĩ māmēkam yād karō .
78He says: Constantly remember Me alone.
75Mujhē hī bulātē hō nā - bābā , ākar pāvan banāō .
79Only to Me do you call out: Baba, come and purify us.
76Gyān kā sāgar hai tō jarūr mukh sē ākar samjhānā paṛē .
80He is the Ocean of Knowledge, and so He definitely has to come and explain through a mouth.
77Prērṇā tō nahī̃ karē̃gē .
81He will not give inspirations.
78Ēk taraph śhiv jayantī bhī manātē haĩ , dūsrē taraph phir kahtē nām-rūp sē nyārā hai .
82On the one hand, they celebrate Shiv Jayanti; on the other hand, they say that He is beyond name and form.
79Nām-rūp sē nyārī chīz tō kōī hōtī nahī̃ .
83There cannot be anything that is beyond name and form.
80Phir kah dētē ṭhikkar-bhittar sabmē̃ hai .
84Then they say that He is in everything, in the pebbles and stones.
81Anēk mat haĩ nā .
85There are so many opinions.
82Bāp samjhātē haĩ tumkō 5 vikārō̃ rūpī rāvaṇ nē tuchchh buddhi banā diyā hai isliē dēvtāō̃ kē āgē jākar namastē kartē haĩ .
86The Father explains: Ravan, the form of the five vices, has made your intellects degraded and this is why you bow down to the deity idols.
83Kōī tō nāstik hōtē haĩ , kiskō bhī māntē nahī̃ .
87Some are atheists and they do not believe in anyone.
84Yahā̃ bāp kē pās tō ātē hī haĩ brāhmaṇ , jinkō 5 hazār varṣh pahlē bhī samjhāyā thā .
88Here, only Brahmins, those to whom this was explained 5000 years ago, come to the Father.
85Likhā huā bhī hai parampitā paramātmā brahmā dvārā sthāpanā kartē haĩ tō brahmā key|kī santān ṭhaharē .
89It is also written that the Supreme Father, the Supreme Soul, carries out establishment through Brahma, and so you are the children of Brahma.
86Prajāpitā brahmā tō maśhhūr hai .
90Prajapita Brahma is very well known.
87Jarūr brāhmaṇ-brāhmaṇiyā̃ bhī hōṅgē .
91So, there must surely be the Brahma Kumars and Kumaris.
88Abhī tum śhūdra dharm sē nikal brāhmaṇ dharm mē̃ āyē hō .
92You have now come out of the shudra religion and entered the Brahmin religion.
89Vāstav mē̃ hindū kahlānē vālē apnē aslī dharm kō jāntē nahī̃ haĩ isliē kabhī kiskō mānē̃gē , kabhī kiskō mānē̃gē .
93In fact those who call themselves Hindus do not know their own religion. 94Sometimes, they believe in one (deity) and sometimes, they believe in another.
90Bahutō̃ kē pās jātē rahē̃gē .
95They continue to go to many.
91Kriściyan lōg kabhī kiskē pās|pass jāyēṅgē nahī̃ .
96Christians never go to anyone else.
92Abhī tum siddh kar batlātē hō - bhagvān bāp kahtē haĩ mujhē yād karō .
97You now prove that God, the Father, says: Constantly remember Me alone.
93Ēk din akhbārō̃ mē̃ bhī paṛēgā ki bhagvān kahtē haĩ - mujhē yād karnē sē hī tum patit sē pāvan ban jāyēṅgē .
98One day, it will be in the newspapers that God says: By remembering Me, you will become pure from impure.
94Jab vināśh najdīk hōgā tab akhbārō̃ dvārā bhī yah āvāz kānō̃ par paṛēgā .
99When destruction is close, this sound will reach the ears of people through the newspapers.
95Akhbār mē̃ tō kahā̃-kahā̃ sē samāchār ātē haĩ nā .
100There is news from everywhere in the newspapers.
96Abhī bhī ḍāl saktē hō . 97Bhagvānuvāch - parampitā paramātmā śhiv kahtē haĩ - maĩ hū̃ patit-pāvan , mujhē yād karō tō tum pāvan ban jāyēṅgē .
101You can now insert this: God speaks: The Supreme Father, the Supreme Soul, Shiv says: Only I am the Purifier. 102Remember Me and you will become pure.
98Is patit duniyā kā vināśh sāmnē khaṛā hai .
103The destruction of this old world is in front of you.
99Vināśh jarūr hōnā hai , yah bhī sabkō niśhchay hō jāyēgā .
104Everyone will have the faith that destruction definitely has to take place.
100Rehearsal bhī hōtī rahēgī .
105Rehearsals will continue to take place.
101Tum bachchē jāntē hō jab tak rājdhānī sthāpan nahī̃ huī hai tab tak vināśh nahī̃ hōgā , earth quake ādi bhī hōnī hai nā .
106You children know that destruction cannot take place until the kingdom is established. 107There has to be earthquakes etc.
102Ēk taraph bombs phaṭē̃gē dūsrē taraph natural calamities bhī āyēṅgī .
108On the one side, there will be bomb explosions and on the other side, there will be natural calamities.
103Ann ādi nahī̃ milēgā , steamer nahī̃ āyēṅgē , famine paṛ jāyēgā , bhūkh martē-martē khatm hō jāyēṅgē .
109They will not receive food; the steamers will not come and there will be famine. 110In times of famine, people starve to death.
104Bhūkh haṛtāl jō kartē haĩ vah phir kuchh na kuchh jal vā mākhī ( śhahad ) ādi lētē rahtē haĩ . 105Vajan mē̃ halkē hō jātē haĩ .
111Those who go on hunger strike continue to take water and honey etc. and they lose weight.
106Yah tō baiṭhē-baiṭhē achānak earth quake hōgī , mar jāyēṅgē .
112There will suddenly be earthquakes whilst people are sitting somewhere and they will die.
107Vināśh tō jarūr hōnā hai .
113Destruction definitely has to take place.
108Sādhū-santa ādi aisē nahī̃ kahē̃gē ki vināśh hōnā hai isliē rām-rām kahō .
114Sages and holy men etc. do not say that destruction has to take place, and this is why they say that you must continue to chant the name of Rama.
109Manuṣhya tō bhagvān kō hī nahī̃ jāntē haĩ .
115People do not even know God.
110Bhagvān tō khud hī apnē kō jānē , aur na jānē kōī .
116Only God knows Himself; no one else can know Him.
111Unkā time hai ānē kā . 112Jō phir is būṛhē tan mē̃ ākar sārē sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant kā knowledge sunātē haĩ .
117He has a fixed time to come, and so He comes into this old body and speaks this knowledge of the beginning, the middle and the end of the entire world.
113Tum bachchē jāntē hō abhī vāpis jānā hai . 114Ismē̃ tō khuśh hōnā chāhiē , ham śhāntidhām jātē haĩ .
118You children know that you now have to return home and so you should be happy that you are going to that land of peace.
115Manuṣhya śhānti hī chāhtē haĩ parantu śhānti kaun dēvē ?
119People want peace, but who can give them peace?
116Kahtē haĩ nā-śānti dēvā . . . ab dēvō̃ kā dēv tō ēk hī ūñch tē ūñch bāp hai .
120They speak of the bestowers of peace. 121However, there is only the one highest-on-high Father who is the Deity of the deities.
117Vah kahtē haĩ maĩ tum sabkō pāvan banākar lē jāūṅgā .
122He says: I will make all of you pure and take you back.
118Ēk kō bhī nahī̃ chhōḍū̃gā .
123I will not leave even one behind.
119Drama anusār sabkō jānā hī hai .
124According to the drama, all have to return.
120Gāyā huā hai machchharō̃ sadr̥iśhya sab ātmāyē̃ jātī haĩ .
125It is remembered that all souls return like a swarm of mosquitoes.
121Yah bhī jāntē haĩ satyug mē̃ bahut thōṛē manuṣhya hōtē haĩ .
126You also know that there are very few people in the golden age.
122Abhī kaliyug ant mē̃ kitnē ḍhēr manuṣhya haĩ phir thōṛē kaisē hōṅgē ?
127Now, in the iron age, there are so many human beings. 128How will their number be reduced?
123Abhī hai saṅgam .
129It is now the confluence.
124Tum satyug mē̃ jānē kē liē purūṣhārth kartē hō .
130You are making effort to go to the golden age.
125Jāntē hō yah vināśh hōgā . 126Machchharō̃ sadr̥iśhya ātmāyē̃ jāyēṅgī .
131You know that destruction will take place and that all souls will return home like a swarm of mosquitoes.
127Sārā jhuṇḍ chalā jāyēgā . 128Satyug mē̃ bahut thōṛē rahē̃gē .
132The whole crowd will return home, but very few will go to the golden age.
129Bāp kahtē haĩ kōī bhī dēhdhārī kō yād nahī̃ karō , dēkhtē huē ham nahī̃ dēkhtē haĩ .
133The Father says: Do not remember any bodily beings. 134Even whilst seeing them, do not see them.
130Ham ātmā haĩ , ham apnē ghar jāyēṅgē .
135I am a soul and I will return to my home.
131Khuśhī sē purānā śharīr chhōṛ dēnā hai .
136You have to leave your old bodies in happiness.
132Apnē śhāntidhām kō yād kartē rahē̃gē tō ant matī sō gati hō jāyēgī .
137If you continue to remember your land of peace, your final thoughts will lead you to your destination.
133Ēk bāp kō yād karnā , ismē̃ hī mēhnat hai .
138Only in remembering the one Father is there effort.
134Mēhnat bigar ūñch pad thōṛēhī milēgā .
139You cannot receive a high status without making effort.
135Bāp ātē hī haĩ tumkō nar sē nārāyaṇ banānē kē liē .
140The Father comes in order to change you from ordinary humans into Narayan.
136Ab is purānī duniyā mē̃ kōī chain nahī̃ hai .
141There is now no rest or comfort in this old world.
137Chain hai hī śhāntidhām aur sukhdhām mē̃ .
142Only in the land of peace and the land of happiness are there rest and comfort.
138Yahā̃ tō ghar-ghar mē̃ aśhānti hai , mār-pīṭ hai .
143In the homes here, there is only peacelessness and beating.
139Bāp kahtē haĩ ab is chhī-chhī duniyā kō bhūlō .
144The Father says: Now forget this dirty world.
140Mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ , maĩ tumhārē liē svarg key|kī sthāpanā karnē āyā hū̃ , is nark mē̃ tum patit ban paṛē hō .
145Sweet, sweet children, I have come to establish heaven for you. 146You have become impure in hell.
141Ab svarg mē̃ chalnā hai .
147You now have to go to heaven.
142Ab bāp kō aur svarg kō yād karō tō ant matī sō gati hō jāyēgī .
148Now remember the Father and heaven and your final thoughts will lead you to your destination.
143Śhādī ādi mē̃ bhal jāō parantu yād bāp kō karō .
149You may go to weddings etc., but you must only remember the Father.
144Knowledge sārī buddhi mē̃ rahnī chāhiē .
150All of this knowledge should be retained in your intellects.
145Bhal ghar mē̃ rahō , bachchō̃ ādi key|kī sambhāl karō parantu buddhi mē̃ yād rakhō - bābā kā pharmān hai mujhē yād karō .
151You may stay in your households and look after your children etc., but keep this in your intellects: Baba's order is: Remember Me.
146Ghar chhōṛnā nahī̃ hai .
152You must not leave your home.
147Nahī̃ tō bachchō̃ key|kī sambhāl kaun karēgā ?
153Otherwise, who would look after your children?
148Bhakta lōg ghar mē̃ rahtē haĩ , gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē haĩ phir bhī bhakta kahā jātā hai kyōṅki bhakti kartē haĩ , ghar-bār sambhāltē haĩ . 149Vikār mē̃ jātē haĩ tō bhī gurū lōg unkō kahtē haĩ śhrīkr̥iṣhṇa kō yād karō tō un jaisā bachchā hōgā .
154Devotees stay in their homes; they live in their households and yet they are called devotees because they perform devotion. 155They look after their households and also indulge in vice, yet their guru tells them to remember Shri Krishna so that they can have a child like Shri Krishna.
150In bātō̃ mē̃ ab tum bachchō̃ kō nahī̃ jānā hai kyōṅki tumkō ab satyug mē̃ jānē key|kī bātē̃ sunāī jātī haĩ , jiskī sthāpanā hō rahī hai .
156You must not go into those things, because you are now listening to the things of the golden age and that is now being established.
151Vaikuṇṭha key|kī sthāpanā kōī śhrīkr̥iṣhṇa nahī̃ kartē haĩ , śhrīkr̥iṣhṇa tō mālik banā hai .
157Shri Krishna does not establish heaven; he simply becomes the master of it.
152Bāp sē varsā liyā hai .
158He receives his inheritance from the Father.
153Saṅgam K|kē samay hī gītā kā bhagvān ātē haĩ .
159The God of the Gita only comes at the confluence.
154Gītā sunāī bāp nē aur bachchē nē sunī .
160The Father spoke the Gita and the child heard it.
155Bhakti mārg mē̃ phir bāp kē badlē bachchē kā nām ḍāl diyā hai .
161Then, on the path of devotion, they inserted the name of the child instead of the Father’s.
156Bāp kō bhūl gayē haĩ tō gītā bhī khaṇḍan hō gaī .
162They have forgotten the Father and so the Gita became falsified.
157Vah khaṇḍan key|kī huī gītā paṛhnē sē kyā hōgā .
163What would happen by studying the Gita that has become false?
158Bāp tō rājyōg sikhlākar gayē , insē śhrīkr̥iṣhṇa satyug kā mālik banā .
164After teaching you Raja Yoga, the Father departed and Shri Krishna became the master of the golden age through that.
159Bhakti mārg mē̃ satya nārāyaṇ kī kathā sunnē sē kōī svarg kā mālik banēgā kyā ?
165Would anyone on the path of devotion become a master of heaven by listening to the story of true Narayan?
160Na kōī is khyālāt sē suntē haĩ , ussē phāydā kuchh nahī̃ miltā .
166No one even listens with that thought. 167They do not receive any benefit from that.
161Sādhū-santa ādi apnē-apnē mantra dētē haĩ , phōṭō dētē haĩ .
168Sages and holy men etc. give their own mantras and their own photos.
162Yahā̃ vah kōī bāt nahī̃ .
169The same thing does not apply here.
163Dūsrē satsaṅgō̃ mē̃ jāyēṅgē tō kahē̃gē phalānē svāmī key|kī kathā hai .
170At other satsangs, they say that it is a religious story of such-and-such a swami.
164Kiskī kathā ?
171Whose story?
165Vedānt key|kī kathā , gītā key|kī kathā , bhāgavat key|kī kathā .
172The story of the Vedanta, the story of the Gita, the story of the Bhagawad.
166Abhī tum bachchē jāntē hō hamkō paṛhānē vālā kōī dēhdhārī nahī̃ hai , na kōī śhāstra ādi kuchh paṛhā huā hai .
173You children now know that it is not a bodily being who teaches you. 174He has not studied any scriptures etc.
167Śhivbābā kōī śhāstra paṛhā hai kyā !
175Has Shiv Baba studied any scriptures?
168Paṛhtē haĩ manuṣhya .
176It is human beings who study them.
169Śhivbābā kahtē haĩ - maĩ gītā ādi kuchh paṛhā huā nahī̃ hū̃ .
177Shiv Baba says: I have not studied the Gita etc.
170Yah rath jismē̃ baiṭhā hū̃ , yah paṛhā huā hai , maĩ nahī̃ paṛhā huā hū̃ .
178It is this chariot in which I am sitting who has studied everything. 179I have not studied anything.
171Mērē mē̃ tō sārē sr̥iṣhṭi chakra K|kē ādi-madhy-ant kā gyān hai .
180I have the entire knowledge of the beginning, the middle and the end of the world.
172Yah rōz gītā paṛhtā thā .
181This one used to study the Gita every day.
173Tōtē muāphik kaṇṭha kar lētē thē , jab bāp nē pravēśh kiyā tō jhaṭ gītā chhōṛ dī kyōṅki buddhi mē̃ ā gayā yah tō śhivbābā sunātē haĩ .
182He used to repeat it like a parrot. 183Then, when the Father entered him, he instantly left the Gita because it struck his intellect that Shiv Baba was narrating all of this.
174Bāp kahtē haĩ maĩ tumkō svarg kī bādśhāhī dētā hū̃ tō ab purānī duniyā sē mamatva miṭā dō .
184The Father says: I am giving you the kingdom of heaven. 185Therefore, finish all your attachment to this old world.
175Sirph māmēkam yād karō .
186Simply remember Me alone.
176Yah mēhnat karnī hai .
187You have to make this effort.
177Sachchē āśhik kō ghaṛī-ghaṛī māśhūk key|kī yād hī ātī rahtī hai .
188A true lover constantly remembers his beloved.
178Tō ab bāp kī yād bhī aisī pakkī rahnī chāhiē .
189So, now, remembrance of the Father should also remain that firm.
179Pārlaukik bāp kahtē haĩ - bachchē , mujhē yād karō aur svarg K|kē varsē kō yād karō .
190The parlokik Father says: Children, remember Me and remember your inheritance of heaven.
180Ismē̃ aur kuchh bhī āvāz karnē , jhāñjh ādi bajānē key|kī kōī darkār nahī̃ .
191There is no need to make any noise or play musical instruments etc.
181Gīt bhī kōī achchhē-achchhē ātē haĩ tō bajāyē jātē haĩ , jinkā arth|earth bhī tumkō samjhātē haĩ .
192Some songs that are played are very good and their meanings are explained to you.
182Gīt banānē vālē khud kuchh bhī nahī̃ jāntē .
193Those who composed those songs do not know anything themselves.
183Mīrā bhaktin thī , tum tō abhī gyānī hō .
194Meera was a devotee, whereas you are now enlightened.
184Bachchō̃ sē jab kōī kām ṭhīk nahī̃ hōtā hai tō bābā kahtē tum tō jaisē bhakta hō .
195When children are not able to do something very well, Baba tells them that they are like devotees.
185Tō vah samajh jātē haĩ ki bābā nē hamkō aisā kyō̃ kahā ?
196Then, the children understand why the Father said that to them.
186Bāp samjhātē haĩ - bachchē , ab bāp kō yād karō , paigambar banō , messenger banō , sabkō yahī paigām dō ki bāp aur varsē kō yād karō tō janma-janmāntar K|kē pāp bhasma hō jāyēṅgē .
197The Father explains: Children, now remember the Father and become messengers. 198Give everyone the message to remember the Father and the inheritance so that their sins of many births can be burnt away.
187Ab vāpis ghar jānē kā samay hai .
199It is now the time to return home.
188Bhagvān ēk hī nirākār hai , unkō apnī dēh hai nahī̃ .
200There is only the one God and He is incorporeal; He does not have a body of His own.
189Bāp hī apnā parichay baiṭh dētē haĩ .
201Only the Father sits here and gives His own introduction.
190Manmanābhav kā mantra dētē haĩ .
202He gives you the mantra of “Manmanabhav”.
191Sādhū sannyāsī ādi aisā kabhī nahī̃ kahē̃gē ki ab vināśh hōnā hai , bāp kō yād karō .
203Sages, holy men and sannyasis never say that destruction is about to take place and that you should remember the Father.
192Bāp hī brāhmaṇ bachchō̃ kō yād dilātē haĩ .
204Only the Father reminds you Brahmin children of this.
193Yād sē health , paṛhāī sē wealth milēgī .
205You receive health by having remembrance and wealth by studying.
194Tum kāl par jīt pātē hō .
206You gain victory over death.
195Vahā̃ kabhī akālē mr̥iityu nahī̃ hōtā .
207Untimely death never takes place there.
196Dēvtāō̃ nē kāl par vijay pāī huī hai .
208The deities gained victory over death.
197Achchhā !
209Achcha.
198Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
210To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
199Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
211The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
200Dhārṇā kē liē mukhya sār :
212Essence for dharna:
2011 ) aisā kōī karma nahī̃ karnā hai jō bāp dvārā bhakta kā title milē .
213 1. You must not perform any such act through which you would receive the title of a devotee from the Father.
202Paigambar ban sabkō bāp aur varsē kō yād karnē kā paigām dēnā hai .
214Become a messenger and give everyone the message to remember the Father and the inheritance.
2032 ) is purānī duniyā mē̃ kōī chain nahī̃ hai , yah chhī-chhī duniyā hai isē bhūltē jānā hai .
215 2. There is no rest or comfort in this old world; it is a dirty world. 216Therefore, forget it.
204Ghar key|kī yād K|kē sāth-sāth pāvan bannē kē liē bāp kō bhī jarūr yād karnā hai .
217As well as remembering the home, you have to remember the Father in order to become pure.
Blessing
205Vardān : pravr̥itti mē̃ rahtē par-vr̥itti mē̃ rahnē vālē nirantar yōgī bhav
218Blessing: May you have an attitude of being beyond and become a constant yogi while living in your household.
206Nirantar yōgī bannē kā sahaj sādhan hai - pravr̥itti mē̃ rahtē par-vr̥itti mē̃ rahnā .
219 The easy way to become a constant yogi is to maintain an attitude of being beyond while living in your household.
207Par-vr̥itti arthāt ātmik rūp .
220“An attitude beyond” means to have soul-conscious form.
208Jō ātmik rūp mē̃ sthit rahtā hai vah sadā nyārā aur bāp kā pyārā ban jātā hai .
221Those who remain stable in soul consciousness become constantly detached and loving to the Father.
209Kuchh bhī karēgā lēkin yah mahsūs hōgā jaisē kām nahī̃ kiyā hai lēkin khēl kiyā hai .
222No matter what they do, they would feel as though they haven’t done anything, but have just been playing a game.
210Tō pravr̥itti mē̃ rahtē ātmik rūp mē̃ rahnē sē sab khēl kī tarah sahaj anubhav hōgā .
223So, by being soul conscious while living in your household, you will experience everything to be very easy and like a game.
211Bandhan nahī̃ lagēgā .
224You will not feel it to be a bondage.
212Sirph snēh aur sahyōg kē sāth śhakti key|kī addition karō tō highjump lagā lē̃gē .
225With love and co-operation, simply have an addition of power and you will be able to take a high jump.
Slogan
213Slōgan : buddhi key|kī mahīntā athavā ātmā kā halkāpan hī brāhmaṇ jīvan key|kī personality hai .
226Slogan: Refinement of the intellect, that is, lightness of the soul, is the personality of Brahmin life.
227*** Om Shanti ***
214Avyakt iśhārē - satyatā aur sabhyatā rūpī culture kō apnāō
228Avyakt Signal: Adopt the culture of truth and good manners
215Himmatē śhaktiyā̃ madad dē sarvśhaktimān .
229When the Shaktis have courage, the Almighty Authority definitely helps.
216Śhērniyā̃ kabhī kissē ḍartī nahī̃ , nirbhay hōtī haĩ .
230Lionesses are never afraid of anyone; they are fearless.
217Yah bhī bhay nahī̃ ki nā-mālūm kyā hōgā !
231They don’t even have any fear of not knowing what is going to happen.
218Satyatā K|kē śhakti svarūp hōkar naśhē sē bōlō , naśhē sē dēkhō .
232Become an embodiment of the power of truth, and speak with intoxication and look at everything with that intoxication.
219Ham almighty government K|kē anuchar haĩ , isī smr̥iti sē ayathārtha kō yathārth mē̃ lānā hai .
233“We are followers of the Almighty Government”. 234Having this awareness and make accurate that which is inaccurate.
220Satya kō prasiddh karnā hai na ki chhipānā hai lēkin satyatā kē sāth bōl mē̃ madhurtā aur sabhyatā āvaśhyak hai .
235The truth has to be revealed and not hidden, but together with sweetness, manners are also needed in your words.