शुक्रवार 28 मार्च 2025 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
028-03-2025 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 28/03/25 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - tum bahut lucky hō kyōṅki tumhē̃ bāp kī yād K|kē sivāē aur kōī phikarāt nahī̃ , is bāp kō tō phir bhī bahut khyālāt chaltē haĩ ' '
1Essence: Sweet children, you are very lucky because you don’t have any concerns other than to remember the Father. 2This father, however, still has many concerns.
Question
2Praśhna : bāp kē pās jō sapūt bachchē haĩ , unkī niśhānī kyā hōgī ?
3Question: What are the signs of the Father's worthy children?
Answer
3Uttar : vē|way sabhī kā buddhiyōg ēk bāp sē juṛātē rahē̃gē , serviceable hōṅgē .
4Answer: They continue to link the intellect of everyone in yoga with the Father. 5They are serviceable.
4Achchhī rīti paṛhkar aurō̃ kō paṛhāyēṅgē .
6They study well and teach others.
5Bāp key|kī dil par chaṛhē huē hōṅgē .
7They are seated in the Father’s heart.
6Aisē sapūt bachchē hī bāp kā nām bālā kartē haĩ .
8Only such worthy children glorify the Father’s name.
7Jō pūrā paṛhtē nahī̃ vah aurō̃ kō bhī kharāb kartē haĩ .
9Those who don’t study fully spoil things for others.
8Yah bhī drama mē̃ nūndh hai .
10This too is fixed in the drama.
Song
9Gīt : lē lō duāyē̃ mā̃-bāp key|kī …
11Song: Claim blessings from the Mother and the Father.
Murli
10Ōm śhānti .
12Om shanti.
11Har ēk ghar mē̃ mā̃-bāp aur 2-4 bachchē hōtē haĩ phir āśhīrvād ādi māṅgtē haĩ .
13In every home, there are parents and two to four children, who then ask for blessings, etc.
12Vah tō had key|kī bāt hai . 13Yah had kē liē gāyā huā hai .
14That is a limited matter; it has been remembered with regard to the limited.
14Bēhad kā kiskō bhī patā nahī̃ hai .
15No one even knows anything about the unlimited.
15Abhī tum bachchē jāntē hō ham bēhad K|kē bāp K|kē bachchē aur bachchiyā̃ haĩ .
16You children now know that you are the sons and daughters of the unlimited Father.
16Vah māt-pitā hōtē haĩ had K|kē , lē lō duāyē̃ had K|kē māt-pitā key|kī .
17Those parents are limited; you claim blessings from limited mothers and fathers.
17Yah hai bēhad kā mā̃ bāp .
18This is the unlimited Mother and the Father.
18Vah had K|kē mā̃ bāp bhī bachchō̃ kō sambhāltē haĩ , phir teacher paṛhātē haĩ .
19Those limited parents also take care of their children; then a teacher teaches them.
19Ab tum bachchē jāntē hō - yah hai bēhad K|kē mā̃-bāp , bēhad kā teacher , bēhad kā satgurū , supreme father , teacher , supreme gurū .
20You children now know that that One is the unlimited Mother and Father, the unlimited Teacher and the unlimited Satguru. 21He is the Supreme Father, the Supreme Teacher and the Supreme Guru.
20Sat bōlnē vālā , sat sikhlānē vālā hai .
22He is the One who speaks the truth, who teaches the truth.
21Bachchō̃ mē̃ number-vār tō hōtē haĩ nā .
23Children are numberwise.
22Laukik ghar mē̃ 2-4 bachchē hōtē haĩ tō unhō̃ key|kī kitnī sambhāl karnī paṛtī hai .
24In a physical home, when there are two to four children, so much care has to be taken of them.
23Yahā̃ kitnē ḍhēr bachchē haĩ , kitnē centres sē bachchō̃ K|kē samāchār ātē haĩ - yah bachchā aisā hai , yah śhaitānī kartā hai , yah taṅg kartā hai , vighna ḍāltā hai .
25Here, there are so many children. 26News of the children arrives from so many centres: “This child is like this, this one is behaving in a devilish way, this one upsets others and this one creates obstacles.”
24Phurnā tō is bāp kō rahēgā nā .
27This father would be concerned, would he not?
25Prajāpitā tō yah hai nā .
28He is Prajapita, the Father of Humanity, is he not?
26Kitnē ḍhēr bachchō̃ kā khyāl rahtā hai , tab bābā kahtē haĩ tum bachchē achchhī rīti bāp kī yād mē̃ rah saktē hō .
29He is concerned about so many children. 30Therefore, Baba says: You children can stay in remembrance of the Father very well.
27Inkō tō hazārō̃ phurnē haĩ .
31This one has a thousand concerns.
28Ēk phurnā tō hai hī . 29Hazārō̃ phurnē ( khyālāt ) dūsrē rahtē haĩ .
32There is the one concern, anyway, and then there are a thousand other concerns.
30Kitnē ḍhēr bachchō̃ kō sambhālnā paṛtā hai .
33So many children have to be taken care of.
31Māyā bhī baṛī duśhman hai nā .
34Maya is also a great enemy.
32Achchhī rīti kōī-kōī key|kī khāl utār dētī hai . 33Kōī kō nāk sē , kōī kō chōṭī sē pakaṛ lētī hai .
35She peels off the skin of some very well; she catches hold of some by the nose and others by their plait.
34Itnē sabkā vichār tō karnā paṛtā hai .
36So he has to think about all of them.
35Phir bhī bēhad bāp kī yād mē̃ rahnā paṛē .
37Nevertheless, he has to stay in remembrance of the unlimited Father.
36Tum hō bēhad K|kē bāp K|kē bachchē .
38You are children of the unlimited Father.
37Jāntē hō ham bāp key|kī śhrīmat par chal kyō̃ na bāp sē pūrā varsā lē lēvē̃ .
39You say: “Why should I not follow the Father’s shrimat and claim my full inheritance from Him?”
38Sab tō ēkras chal na sakē̃ kyōṅki yah rājāī sthāpan hō rahī hai , aur kōī key|kī buddhi mē̃ ā na sakē .
40Not everyone can move forward to the same extent, because this is a kingdom that is being established. 41This cannot enter anyone else’s intellect.
39Yah hai bahut ūñch paṛhāī .
42This is a very elevated study.
40Bādśhāhī mil gaī phir patā nahī̃ paṛtā hai ki yah rājāī kaisē sthāpan huī .
43When you have attained that sovereignty, you do not know how that kingdom was established.
41Yah rājāī kā sthāpan hōnā baṛā wonderful hai .
44The task of establishing that kingdom is very wonderful.
42Abhī tum anubhavī hō .
45You are now experienced.
43Pahlē inkō bhī patā thōṛēhī thā ki ham kyā thē , phir kaisē 84 janma liē haĩ .
46Previously, even this one did not know who he was or how he has taken 84 births.
44Abhī samajh mē̃ āyā hai , tum bhī kahtē hō - bābā āp vahī hō , yah baṛī samajhnē key|kī bāt hai .
47He has now understood. 48You also say: “Baba, you are that same one.” 49This aspect has to be understood very clearly.
45Is samay hī bāp ākar sab bātē̃ samjhātē haĩ .
50The Father only comes at this time and explains everything.
46Is samay bhal kōī kitnā bhī lakhpati , karōṛpati hō , bāp kahtē haĩ yah paisē ādi sab miṭṭī mē̃ mil jānē haĩ .
51At this time, no matter how much of a millionaire or a billionaire someone may be, the Father says: All of that money, etc. is to turn to dust.
47Bākī time hī kitnā hai .
52How much time is left anyway?
48Duniyā K|kē samāchār tum radio mē̃ athavā akhbārō̃ mē̃ suntē hō - kyā-kyā hō rahā hai .
53You listen to the news on the radio or you read the newspapers. 54Look what is happening.
49Din-pratidin bahut jhagaṛā|jhagṛā baṛhtā jā rahā hai .
55Day by day, fighting continues to increase a great deal.
50Sūt mūnjhtā hī rahtā hai .
56Everything is becoming entangled.
51Sab āpas mē̃ laṛtē-jhagaṛtē , martē haĩ .
57All of them are fighting amongst themselves and dying.
52Taiyāriyā̃ aisī hō rahī haĩ , jissē samajh mē̃ ātā hai laṛāī śhurū huī ki huī .
58It is understood from the preparations that are being made that war is about to start at any time.
53Duniyā nahī̃ jāntī ki yah kyā hō rahā hai , kyā hōnē kā hai !
59The world doesn’t know what is happening or what will happen.
54Tumhārē mē̃ bhī bahut thōṛē haĩ jō pūrī rīti samajhtē haĩ aur khuśhī mē̃ rahtē haĩ .
60Amongst you too, there are very few who understand fully and stay in happiness.
55Is duniyā mē̃ ham bākī thōṛē rōz haĩ .
61We are in this world for just a few more days.
56Abhī hamkō karmātīt avasthā mē̃ jānā hai .
62We now have to move towards the karmateet stage.
57Har ēk kō apnē liē purūṣhārth karnā hai .
63Each one has to make effort for himself.
58Tum tō purūṣhārth kartē hō apnē liē .
64Each of you is making effort for yourself.
59Jitnā jō karē̃gē utnā phal pāyēṅgē .
65However much any of you do, you will attain that much fruit.
60Apnā purūṣhārth karnā hai aur dūsrō̃ kō purūṣhārth karānā hai . 61Rāstā batānā hai .
66You have to make effort for yourself and also inspire others to make effort and show everyone the path.
62Yah purānī duniyā khalās hōnī hai .
67This old world is to end.
63Ab bābā āyā huā hai naī duniyā sthāpan karnē , tō is vināśh K|kē pahlē tum naī duniyā kē liē paṛhāī paṛh lō .
68Baba has now come to establish a new world. 69Therefore, study this study for the new world before this destruction takes place.
64Bhagvānuvāch maĩ tumkō rājyōg sikhātā hū̃ .
70God speaks: I teach you Raja Yoga.
65Lāḍlē bachchē tumnē bhakti bahut kī hai .
71Beloved children, you have performed a great deal of devotion.
66Ādhākalp tum rāvaṇ rājya mē̃ thē nā .
72You have been in the kingdom of Ravan for half a cycle.
67Yah bhī kisī kō patā nahī̃ ki rām kiskō kahā jātā hai ? 68Rāmrājya key|kī kaisē sthāpanā huī ?
73No one even knows who Rama is or how the kingdom of Rama was established.
69Yah sab tum brāhmaṇ hī jāntē hō .
74Only you Brahmins know all of this.
70Tumhārē mē̃ bhī kōī tō aisē haĩ jō kuchh bhī nahī̃ jāntē haĩ .
75Amongst you, there are also some who know nothing at all.
71Bāp kē pās sapūt bachchē vah haĩ jō sabkā buddhiyōg ēk bāp kē sāth juṛātē haĩ .
76The worthy children of the Father are those who link everyone’s intellect in yoga with the one Father.
72Jō serviceable haĩ , jō achchhī rīti paṛhtē haĩ vō bāp key|kī dil par chaṛhē huē haĩ .
77Those who are serviceable and study well are seated in the Father’s heart.
73Kōī tō phir na lāyak bhī hōtē haĩ , service kē badlē disservice kartē jō bāp sē unkā buddhiyōg tuṛā dētē haĩ .
78Some are unworthy. 79They also do disservice instead of service; they break the intellects’ yoga of others away from the Father.
74Yah bhī drama mē̃ nūndh hai .
80This too is fixed in the drama.
75Drama anusār yah hōnē kā hī hai .
81According to the drama, this is predestined.
76Jō pūrā paṛhtē nahī̃ haĩ vah kyā karē̃gē ?
82What would those who don’t study fully do?
77Aurō̃ kō bhī kharāb kar dēgē isliē bachchō̃ kō samjhāyā jātā hai , bāp kō follow karō aur jō bhī serviceable bachchē haĩ , bābā key|kī dil par chaṛhē huē haĩ unkā saṅg karō .
83They would also spoil others. 84This is why you children are also told: Follow the Father. 85Keep the company of the children who are serviceable and who are seated in Baba’s heart.
78Pūchh saktē hō kiskā saṅg karē̃ ?
86You can ask: “Whose company should I keep?”
79Bābā jhaṭ batā dēgē , inkā saṅg baṛā achchhā hai .
87Baba will instantly tell you whose company is very good.
80Bahut haĩ jō saṅg hī aisā kartē haĩ , jinkā raṅg bhī ulṭā chaṛh jātā hai .
88There are many who keep such company that they are coloured in the wrong way.
81Gāyā bhī jātā hai saṅg tārē kusaṅg bōrē .
89It is also remembered: “Good company takes you across; bad company drowns you.”
82Kusaṅg lagā tō ēk-dam khatm kar dēgē .
90If bad company influences you, you will be completely destroyed.
83Ghar mē̃ bhī dās-dāsiyā̃ chāhiē .
91In a home, too, maids and servants are needed.
84Prajā K|kē bhī naukar chākar sab chāhiē nā .
92Servants are also needed for the subjects.
85Yah sārī rājdhānī sthāpan hō rahī hai , ismē̃ baṛī viśhālbuddhi chāhiē isliē bēhad kā bāp milā hai tō śhrīmat lē us par chalō .
93A whole kingdom is being established. 94Very broad and unlimited intellects are needed for this. 95Therefore, now that you have found the unlimited Father, take shrimat from Him and follow it.
86Nahī̃ tō mupht pad bhraṣhṭa hō jāyēṅgē .
96Otherwise, your status will be destroyed for nothing.
87Yah paṛhāī haikh ismē̃ abhī fail huē tō janma-janmāntar , kalp-kalpāntar fail hōtē rahē̃gē .
97This is a study. 98If you fail this now, you will continue to fail for birth after birth, cycle after cycle.
88Achchhī rīti paṛhē̃gē tō kalp-kalpāntar achchhī rīti paṛhtē rahē̃gē .
99If you study well now, you will continue to study well, cycle after cycle.
89Samjhā jātā hai yah pūrā paṛhtē nahī̃ haĩ , tō kyā pad milēgā ?
100What status would those who don't study well attain?
90Khud bhī samajhtē haĩ , ham service tō kuchh kartē nahī̃ haĩ .
101They themselves understand: “We don’t do any service at all.
91Hamsē tō hōśhiyār bahut haĩ , hōśhiyār kō hī bhāṣhaṇ kē liē bulātē haĩ .
102Many are cleverer than we are. 103Only the clever ones are invited to give lectures.
92Tō jarūr jō hōśhiyār haĩ , ūñch pad bhī vah pāyēṅgē .
104So, those who are clever will surely attain a high status too.
93Ham itnī service nahī̃ kartē haĩ tō ūñch pad pā nahī̃ sakē̃gē .
105I am not doing as much service, so I will not be able to attain a high status.”
94Teacher tō student kō bhī samajh saktē haĩ nā .
106A teacher can understand his students.
95Rōz paṛhātē haĩ , register unkē pās|pass rahtā hai .
107He teaches every day; he also keeps a register.
96Paṛhāī kā aur chalan kā bhī register rahtā hai .
108A register of their studies as well as their behaviour is kept.
97Yahā̃ bhī aisē haĩ , ismē̃ phir mukhya hai yōg key|kī bāt .
109It is like that here too. 110The main thing in this is yoga.
98Yōg achchhā hai tō chalan bhī achchhī rahēgī .
111If your yoga is good, your behaviour too will be good.
99Paṛhāī mē̃ phir kahā̃ ahaṅkār ā jātā hai , ismē̃ sārī gupta mēhnat karnī hai yād kī isliē hī bahutō̃ key|kī report ātī hai ki bābā ham yōg mē̃ nahī̃ rah saktē .
112However, sometimes, whilst studying, there is ego. 113Here, you have to make incognito effort to have remembrance. 114This is why many reports come: “Baba, I cannot stay in yoga.”
100Bābā nē samjhāyā hai yōg akṣhar nikāl dō .
115Baba has explained: Remove the word “yoga”.
101Bāp jissē varsā miltā hai , unkō tum yād nahī̃ kar saktē hō !
116Can you not remember the Father, the One from whom you receive your inheritance?
102Wonder hai .
117It is a wonder.
103Bāp kahtē haĩ - hē ātmāyē̃ , tum mujh bāp kō yād nahī̃ kartē hō , maĩ tumkō rāstā batānē āyā hū̃ , tum mujhē yād karō tō is yōg agni sē pāp dagdha hō jāyēṅgē .
118The Father says: O souls, you don’t remember Me, your Father! 119I have come to show you the path. 120Remember Me and your sins will be burnt away in this fire of yoga.
104Bhakti mārg mē̃ manuṣhya kitnā dhakkā khānē jātē haĩ .
121On the path of devotion, human beings continue to stumble around so much.
105Kumbha K|kē mēlē mē̃ kitnā ṭhaṇḍē pānī mē̃ jākar snān kartē haĩ . 106Kitnī taklīph sahan kartē haĩ .
122They bathe in very cold water at the Kumbha mela; they tolerate so many difficulties.
107Yahā̃ tō kōī taklīph nahī̃ .
123Here, there is no difficulty.
108Jō first class bachchē haĩ vah ēk māśhūk K|kē sachchē-sachchē āśhik ban yād kartē rahē̃gē .
124Those who are first-class children will become the true lovers of the one Beloved and continue to remember Him.
109Ghūmnē phirnē jātē haĩ tō ēkānt mē̃ bagīchē mē̃ baiṭhkar yād karē̃gē .
125When they go for a walk, they sit in solitude in a garden and remember Him.
110Jharmuī jhagmuī ādi vārtālāp mē̃ rahnē sē vāyumaṇḍal kharāb hōtā hai isliē jitnā time milē bāp kō yād karnē key|kī practice karō .
126When you engage yourselves in any form of gossip, etc. the atmosphere is spoilt. 127Whatever time you have, practise remembering the Father.
111First class sachchē māśhūk K|kē āśhik banō .
128Become first-class lovers of the true Beloved.
112Bāp kahtē haĩ dēhdhārī kā phōṭō nahī̃ rakhō .
129The Father says: Don’t keep photos of bodily beings.
113Sirph ēk śhivbābā kā phōṭō rakhō , jiskō yād karnā hai .
130Only keep the photo of the one Shiv Baba, whom you have to remember.
114Agar samjhō sr̥iṣhṭi chakra kō bhī yād kartē rahē̃ tō trimūrti aur gōlē kā chitra first class hai , ismē̃ sārā gyān hai .
131Say, for example, you want to continue to remember the world cycle, then the pictures of the Trimurti and the cycle are first class. 132The entire knowledge is in them.
115Svadarśhan chakradhārī , tumhārā nām arth|earth sahit hai .
133Your title “Spinners of the discus of self-realisation” is meaningful.
116Nayā kōī bhī nām sunē tō samajh na sakē , yah tum bachchē hī samajhtē hō .
134If someone new were to hear this title, he would not be able to understand it. 135Only you children understand this.
117Tumhārē mē̃ bhī kōī achchhī rīti yād kartē haĩ .
136There are some of you who remember Baba very well.
118Bahut haĩ jō yād kartē hī nahī̃ . 119Apnā khānā hī kharāb kar dētē haĩ .
137There are also many who don’t remember Baba at all; they even spoil everything for themselves.
120Paṛhāī tō baṛī sahaj hai .
138This study, however, is very easy.
121Bāp kahtē haĩ silence sē tumkō science par vijay pānī hai .
139The Father says: With silence, you will have victory over science.
122Silence aur science rāśhi ēk hī hai .
140The words science and silence have the same initial and sound the same.
123Military mē̃ bhī 3 minute silence karātē haĩ .
141In the military, they are made to have three minutes' silence.
124Manuṣhya bhī chāhtē haĩ hamkō śhānti milē .
142Human beings also want to have peace.
125Abhī tum jāntē hō śhānti kā sthān tō hai hī brahmāṇḍ . 126Jis brahm mahatatva mē̃ ham ātmā itnī chhōṭī bindī rahtī haĩ .
143You now know that the place of peace is definitely Brahmand, the great brahm element, where we souls, such tiny points, reside.
127Vah sab ātmāō̃ kā jhāṛ tō wonderful hōgā nā .
144That tree of all souls must be really wonderful.
128Manuṣhya kahtē bhī haĩ bhr̥ikuṭī K|kē bīch chamaktā hai ajab sitārā .
145Human beings also say: “In the middle of the forehead shines an amazing, unique star.”
129Bahut chhōṭā sōnē kā tilak banāē yahā̃ lagātē haĩ .
146They make a very tiny tilak of gold and place it there.
130Ātmā bhī bindī hai , bāp bhī unkē bājū mē̃ ākar baiṭhtā hai .
147The soul too is a point. 148The Father comes and sits beside it.
131Sādhū-santa ādi kōī bhī apnī ātmā kō jāntē nahī̃ .
149No one, not even sages or sannyasis, etc., knows his own soul.
132Jabki ātmā kō hī nahī̃ jāntē tō paramātmā kō kaisē jān saktē ?
150When they don’t know about souls, how could they know the Supreme Soul?
133Sirph tum brāhmaṇ hī ātmā aur paramātmā kō jāntē hō .
151Only you Brahmins know about souls and the Supreme Soul.
134Kōī bhī dharm vālā jān nahī̃ saktā .
152Those of other religions cannot know.
135Abhī tum hī jāntē hō , kaisē itnī chhōṭī see|sī|C ātmā sārā part bajātī hai .
153Only now do you know how such a tiny soul plays his whole part.
136Satsaṅg tō bahut kartē haĩ . 137Samajhtē kuchh bhī nahī̃ .
154They have many satsangs, yet they understand nothing at all.
138Isnē bhī bahut gurū kiyē .
155This one, too, adopted many gurus.
139Ab bāp kahtē haĩ yah sab haĩ bhakti mārg K|kē gurū .
156The Father now says: Those are all gurus of the path of devotion.
140Gyān mārg kā gurū hai hī ēk .
157There is only the one Guru on the path of this knowledge.
141Double sirtāj rājāō̃ kē āgē single tāj vālē rājāyē̃ māthā jhukātē haĩ , naman kartē haĩ kyōṅki vah pavitra haĩ .
158The single crowned kings bow their heads in front of the idols of double-crowned kings. 159They bow down because those kings were pure.
142Un pavitra rājāō̃ K|kē hī mandir banē huē haĩ .
160Temples are only built to those pure kings.
143Patit jākar unhō̃ kē āgē māthā ṭēktē haĩ parantu unkō kōī yah patā thōṛēhī hai ki yah kaun haĩ , ham māthā kyō̃ ṭēktē haĩ ?
161Impure ones go and bow their heads in front of them (their idols), but they don’t know who they were or why they bow their heads to them.
144Sōmnāth kā mandir banāyā , ab pūjā tō kartē haĩ parantu bindī key|kī pūjā kaisē karē̃ ?
162The Somnath Temple was built. 163Now, they perform worship there, but how can they worship a point?
145Bindī kā mandir kaisē banēgā ?
164How would a temple be built to a point?
146Yah hai baṛī guhya bātē̃ .
165These are very deep matters.
147Gītā ādi mē̃ thōṛēhī yah bātē̃ haĩ .
166After all, these matters are not in the Gita, etc.
148Jō khud mālik hai , vahī samjhātē haĩ .
167Only the One, the Master, Himself, can explain them.
149Tum abhī jāntē hō kaisē itnī chhōṭī ātmā mē̃ part nūndhā huā hai .
168You now know how a part is fixed in each one of such tiny souls.
150Ātmā bhī avināśhī hai , part bhī avināśhī hai .
169Souls are imperishable and their parts are also eternal.
151Wonder hai nā .
170It is a wonder.
152Yah sārā banā banāyā khēl hai .
171This whole drama is predestined.
153Kahtē bhī haĩ banī banāī ban rahī . . . drama mē̃ jō nūndh hai , vah tō jarūr hōgā . 154Chintā key|kī bāt nahī̃ .
172They also say: “What is already created is being created.” 173What is fixed in the drama will definitely happen; there is nothing to worry about.
155Tum bachchō̃ kō ab apnē āpsē pratigyā karnī hai ki kuchh bhī hō jāē - āṅsū nahī̃ bahāyēṅgē .
174You children now have to promise yourselves that, no matter what happens, you will not shed tears.
156Phalānā mar gayā , ātmā nē jākar dūsrā śharīr liyā , phir rōnē key|kī kyā darkār ?
175So-and-so died; that soul departed and adopted another body. 176In that case, what need is there to cry?
157Vāpis tō ā nahī̃ saktē .
177After all, he cannot come back.
158Āṅsū āyā - nā-pass huē isliē bābā kahtē haĩ pratigyā karō ki ham kabhī rōyēṅgē nahī̃ .
178If you shed tears, you fail. 179Therefore, Baba says: Promise yourselves that you will never cry.
159Parvāh thī pār brahm mē̃ rahnē vālē bāp key|kī , vah mil gayā tō bākī kyā chāhiē .
180You were concerned about meeting the Father who resides in brahm, the land beyond. 181You have found Him. 182What else do you need?
160Bāp kahtē haĩ tum mujh bāp kō yād karō .
183The Father says: Just remember Me, the Father.
161Maĩ ēk hī bār ātā hū̃ - yah rājdhānī sthāpan karnē liē , ismē̃ laṛāī ādi key|kī kōī bāt nahī̃ .
184I only come once to establish this kingdom. 185There is no question of fighting, etc. in this.
162Gītā mē̃ dikhāyā hai laṛāī lagī , sirph pāṇḍav bachē .
186In the Gita, it is shown that a war took place and that only the Pandavas were saved.
163Vah kuttā sāth mē̃ lē pahāṛō̃ par gal gayē .
187They took a dog with them onto the mountains and disappeared.
164Jīt pahanī aur mar gayē .
188They became victorious and then died.
165Bāt hī nahī̃ ṭhahartī .
189That aspect just doesn’t mean anything.
166Yah sab haĩ dant kathāyē̃ .
190Those are all tall stories.
167Iskō kahā jātā hai bhakti mārg .
191That is called the path of devotion.
168Bāp kahtē haĩ tum bachchō̃ kō issē vairāgya hōnā chāhiē .
192The Father says: You children should have disinterest in that.
169Purānī chīz sē naphrat hōtī hai nā .
193There is dislike for old things.
170Naphrat kaṛā akṣhar hai .
194Dislike is a bitter word.
171Vairāgya akṣhar mīṭhā hai .
195The word ‘disinterest’ is sweet.
172Jab gyān miltā hai tō phir bhakti kā vairāgya hō jātā hai .
196When this knowledge is received, there is disinterest in devotion.
173Satyug trētā mē̃ tō phir gyān kī prālabdha 21 janm kē liē mil jātī hai .
197The fruition of this knowledge is then received for 21 births in the golden and the silver ages.
174Vahā̃ gyān key|kī darkār nahī̃ rahtī .
198There, there is no longer any need for this knowledge.
175Phir jab tum vām mārg mē̃ jātē hō tō sīṛhī utartē hō .
199Later, when you go onto the path of sin, you come down the ladder.
176Abhī hai ant .
200It is now the end.
177Bāp kahtē haĩ ab is purānī duniyā sē tum bachchō̃ kō vairāgya ānā hai .
201The Father says: You children should now have disinterest in this old world.
178Tum abhī śhūdra sē brāhmaṇ banē hō phir sō dēvtā banē̃gē .
202You have now become Brahmins from shudras. 203Then, you same ones will become deities.
179Aur manuṣhya in bātō̃ sē kyā jānē̃ .
204What would other human beings know of these things?
180Bhal virāṭ rūp kā chitra banātē haĩ parantu usmē̃ na chōṭī hai , na śhiv hai .
205Although they make pictures of the variety-form image, there is neither the topknot nor Shiva there.
181Kah dētē haĩ dēvtā , kṣhatriya , vaiśhya , śhūdra .
206They just say: “Deities, warriors, merchants and shudras.”
182Bas śhūdra sē dēvtā kaisē kaun banātē haĩ , yah kuchh nahī̃ jāntē .
207That’s all. 208They know nothing about who changes them from shudras into deities or how.
183Bāp kahtē haĩ tum dēvī-dēvtā kitnē sāhūkār thē phir vah sab paisē kahā̃ gayē !
209The Father says: When you were deities you were so wealthy. 210Then, where did all that money go?
184Māthā ṭēktē-ṭēktē ṭippaṛ ghisātē paisā ganvāyā .
211We squandered the money whilst continuing to bow our heads and we became bald by rubbing our heads on the floor.
185Kal key|kī bāt hai nā .
212It is a matter of yesterday.
186Tumkō yah banākar gayē phir tum kyā ban gayē hō !
213I made you like that and then departed. 214Now, look what you have become!
187Achchhā .
215Achcha.
188Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
216To you sweetest, beloved, long lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
189Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
217The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
190Dhārṇā kē liē mukhya sār :
218Essence for dharna:
1911 ) jharmuī jhagmuī ( parchintan ) K|kē vārtālāp sē vātāvaraṇ kharāb nahī̃ karnā hai .
219 1. Don’t spoil the atmosphere with any form of gossip about others.
192Ēkānt mē̃ baiṭh sachchē-sachchē āśhik ban apnē māśhūk kō yād karnā hai .
220Sit in solitude, be a true lover and remember your Beloved.
1932 ) apnē āp sē pratigyā karnī hai ki kabhī bhī rōyēṅgē nahī̃ .
221 2. Promise yourself: “I will never cry.
194Āṅkhō̃ sē āṅsū nahī̃ bahāyēṅgē .
222I will never shed tears.”
195Jō serviceable , bāp key|kī dil par chaṛhē huē haĩ unkā hī saṅg karnā hai .
223Only keep the company of those who are serviceable and are seated in the Father’s heart.
196Apnā register bahut achchhā rakhnā hai .
224Keep your register good.
Blessing
197Vardān : powerful vr̥itti dvārā mansā sēvā karnē vālē viśhva kalyāṇkārī bhav
225Blessing: May you become a world benefactor and serve with the powerful attitude of your mind.
198Viśhva key|kī taḍaptī huī ātmāō̃ kō rāstā batānē kē liē sākṣhāt bāp samān light house , might house banō .
226 In order to show the right path to desperate souls of the world, be a lighthouse and a might house, exactly like the Father.
199Lakṣhya rakhō ki her|har ātmā kō kuchh na kuchh dēnā hai .
227Have the aim of definitely giving something or other to each soul.
200Chāhē mukti dō chāhē jīvanmukti . 201Sarv kē prati mahādānī aur vardānī banō .
228Whether you give liberation or liberation-in-life, be a great donor and a bestower of blessings for all.
202Abhī apnē-apnē sthān key|kī sēvā tō kartē hō lēkin ēk sthān par rahtē mansā śhakti dvārā vāyumaṇḍal , vibration dvārā viśhva sēvā karō .
229At present, you serve your own places, but now, while in one place, serve the world by sending the power of your mind and vibrations into the atmosphere.
203Aisī powerful vr̥itti banāō jissē vāyumaṇḍal banē - tab kahē̃gē viśhva kalyāṇkārī ātmā .
230Create such a powerful attitude that that atmosphere is created. 231You will then be said to be a world benefactor.
Slogan
204Slōgan : aśharīrī pan key|kī exercise aur vyarth saṅkalp rūpī bhōjan key|kī parhēj sē svayã kō tandarūst banāō .
232Slogan: Do the exercise of becoming bodiless and observing the diet of no waste thoughts and make yourself healthy.
233*** Om Shanti ***
205Avyakt iśhārē - satyatā aur sabhyatā rūpī culture kō apnāō
234Avyakt Signal: Adopt the culture of truth and good manners
206Ab apnē bhāṣhaṇō̃ key|kī rūprēkhā naī karō .
235Let there now be something new in your lectures.
207Viśhva śhānti K|kē bhāṣhaṇ tō bahut kar liē lēkin ādhyātmik gyān vā śhakti kyā hai aur iskā source kaun hai !
236You have given many lectures on world peace, but now prove what the power of this spiritual knowledge is and who its source is.
208Is satyatā kō sabhyatāpūrvak siddh karō .
237Prove this truth through good manners.
209Sabhī samajhē̃ ki yah bhagvān kā kārya chal rahā hai .
238Let people now understand that God's task is taking place.
210Mātāyē̃ bahut achchhā kārya kar rahī haĩ - samay pramāṇ yah bhī dharnī banānī paṛī lēkin jaisē father shows son hai , aisē son shows father hō tab pratyakṣhatā kā jhaṇḍā laharāyēgā .
239People say that the women are doing very good work. 240According to the time, this field had to be prepared. 241However, just as it is said, "Father shows son", in the same way, when "son shows Father", the flag of revelation will be hoisted.