शनिवार 29 मार्च 2025 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
029-03-2025 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 29/03/25 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - tumhē̃ gyān sē achchhī jāgr̥iti āī hai , tum apnē 84 janmō̃ kō , nirākār aur sākār bāp kō jāntē hō , tumhārā bhaṭaknā band huā ' '
1Essence: Sweet children, you have been very well enlightened with this knowledge. 2You know your 84 births, your incorporeal Father and your physical father. 3Your wandering has finished.
Question
2Praśhna : īśhvar key|kī gat mat nyārī kyō̃ gāī huī hai ?
4Question: Why have God’s ways and directions been remembered as unique?
Answer
3Uttar : 1 . kyōṅki vah aisī mat dētē haĩ jissē tum brāhmaṇ sabsē nyārē ban jātē hō .
5Answer: 1. Because He gives such directions that you Brahmins become unique.
4Tum sabkī ēk mat hō jātī hai , 2 . īśhvar hī hai jō sabkī sadgati kartē haĩ .
6All of you become united through the directions of the One. 72. It is only God who bestows salvation on all.
5Pujārī sē pūjya banātē haĩ isliē unkī gat mat nyārī hai , jisē tum bachchō̃ K|kē sivāē kōī samajh nahī̃ saktā .
8He changes you from worshippers to being worthy of worship. 9This is why His ways and directions are unique. 10No one, except you children, can understand them.
Murli
6Ōm śhānti .
11Om shanti.
7Tum bachchē jāntē hō , bachchō̃ key|kī agar tabiyat ṭhīk nahī̃ hōgī tō bāp kahē̃gē bhal yahā̃ sō jāō .
12You children know that if a child’s health is not good, the Father would say: It’s OK, go to sleep here.
8Ismē̃ kōī harjā nahī̃ kyōṅki sikīladhē bachchē haĩ arthāt 5 hazār varṣh bād phir sē ākar milē haĩ .
13There is no problem in this because you children are long-lost and now-found, that is, you have come and met Baba again after 5000 years.
9Kiskō milē haĩ ?
14Whom have you met?
10Bēhad K|kē bāp kō .
15The unlimited Father.
11Yah bhī tum bachchē jāntē hō , jinkō niśhchay hai barōbar ham bēhad K|kē bāp sē milē haĩ kyōṅki bāp hōtā hī hai ēk had kā aur dūsrā bēhad kā .
16The children who have faith also know this. 17You have definitely met the unlimited Father. 18There are only two fathers: Firstly, a limited one and secondly, the Unlimited.
12Duḥkh mē̃ sab bēhad K|kē bāp kō yād kartē haĩ .
19When in sorrow, everyone remembers the unlimited Father.
13Satyug mē̃ ēk hī laukik bāp kō yād kartē haĩ kyōṅki vahā̃ hai hī sukhdhām .
20In the golden age, everyone only remembers their one physical father because that is the land of happiness.
14Laukik bāp uskō kahā jātā hai jō is lōk mē̃ janm dētā hai .
21A physical father is one who gives you birth in this world.
15Pārlaukik bāp tō ēk hī bār ākar tumkō apnā banātē haĩ .
22The parlokik Father, however, only comes once and makes you belong to Him.
16Tum rahnē vālē bhī bāp kē sāth amarlōk mē̃ hō - jiskō parlōk , paramdhām kahā jātā hai .
23You also reside with the Father in the land of immortality. 24That is called the supreme region, the land beyond.
17Vah hai parē tē parē dhām .
25That is the land beyond.
18Svarg kō parē tē parē nahī̃ kahē̃gē .
26Heaven is not called the land beyond.
19Svarg nark yahā̃ hī hōtā hai .
27Both heaven and hell are definitely here.
20Naī duniyā kō svarg , purānī duniyā kō nark kahā jātā hai .
28That new world is called heaven and this old world is called hell.
21Abhī hai patit duniyā , pukārtē bhī haĩ - hē patit-pāvan āō .
29It is now an impure world. 30They call out: “O Purifier, come!”
22Satyug mē̃ aisē nahī̃ kahē̃gē .
31In the golden age, they don’t speak in that way.
23Jab sē rāvaṇ rājya hōtā hai tab patit bantē haĩ , unkō kahē̃gē 5 vikārō̃ kā rājya .
32They become impure when Ravan’s kingdom begins; that would be called the kingdom of the five vices.
24Satyug mē̃ hai hī nirvikārī rājya .
33It is definitely a viceless kingdom in the golden age.
25Bhārat key|kī kitnī jabardast mahimā hai . 26Parantu vikārī hōnē K|kē kāraṇ bhārat key|kī mahimā kō jāntē nahī̃ .
34The praise of Bharat is so great, but, because of being vicious, they don’t know the praise of Bharat.
27Bhārat sampūrṇ nirvikārī thā , jab yah lakṣhmī-nārāyaṇ rājya kartē thē .
35Bharat was completely viceless when Lakshmi and Narayan ruled there.
28Abhī vah rājya nahī̃ hai .
36That kingdom doesn’t exist now.
29Vah rājya kahā̃ gayā - yah patthar buddhiyō̃ kō mālūm nahī̃ .
37Where did that kingdom go? 38The ones with stone intellects do not know this.
30Aur sabhī apnē-apnē dharm sthāpak kō jāntē haĩ , ēk hī bhāratvāsī haĩ jō na apnē dharm kō jāntē , na dharm sthāpak kō jāntē haĩ .
39All the rest know the founders of their own religions. 40The people of Bharat are the only ones who neither know their religion nor the Founder of their religion.
31Aur dharm vālē apnē dharm kō tō jāntē haĩ parantu vah phir kab sthāpan karnē āyēṅgē , yah nahī̃ jāntē .
41Those of other religions, however, know the founders of their religions but they don’t know when they will come to establish them again.
32Sikkh lōgō̃ kō bhī yah patā nahī̃ hai ki hamārā sikkh dharm pahlē thā nahī̃ . 33Gurunānak nē ākar sthāpan kiyā tō jarūr phir sukhdhām mē̃ nahī̃ rahēgā , tab hī gurunānak ākar phir sthāpan karē̃gē kyōṅki world key|kī history-geography repeat hōtī hai nā .
42The Sikh people know that their Sikh religion didn’t exist previously, that Guru Nanak came and established it. 43So, he definitely does not come in the golden age. 44It is later that Guru Nanak comes and establishes it again, because the history and geography of the world repeat.
34Kriściyan dharm bhī nahī̃ thā phir sthāpanā huī .
45The Christian religion didn’t exist either; it was established later.
35Pahlē naī duniyā thī , ēk dharm thā .
46Initially, it was a new world. 47There was one religion.
36Sirph tum bhāratvāsī hī thē , ēk dharm thā phir tum 84 janm lētē-lētē yah bhī bhūl gayē hō ki ham hī dēvtā thē . 37Phir ham hī 84 janma lētē haĩ tab bāp kahtē haĩ tum apnē janmō̃ kō nahī̃ jāntē hō , maĩ batlātā hū̃ .
48There were only you people of Bharat. 49There was one religion. 50Then, whilst continuing to take 84 births, you even forgot that you were definitely deities and that you took 84 births. 51Therefore, the Father says: You don’t know your births. 52I tell you.
38Ādhākalp rāmrājya thā phir rāvaṇ rājya huā hai .
53For half a cycle, it was the kingdom of Rama. 54It then became the kingdom of Ravan.
39Pahlē hai sūryavanśhī gharānā phir chandravanśhī gharānā rāmrājya .
55First, it was the sun-dynasty family then the moon-dynasty family, the kingdom of Rama.
40Sūrya-vanśhī lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē gharānē kā rājya thā jō sūryavanśhī lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē gharānē K|kē thē , sō 84 janma lē abhī rāvaṇ K|kē gharānē K|kē banē haĩ .
56The sun dynasty was the family of Lakshmi and Narayan. 57Those who belonged to the sun dynasty, the family of Lakshmi and Narayan, have taken 84 births and now belong to the family of Ravan.
41Āgē puṇya ātmāō̃ K|kē gharānē K|kē thē , abhī pāp ātmāō̃ K|kē gharānē K|kē banē haĩ .
58Previously, they belonged to the family of charitable souls. 59Now, they have come to belong to the family of sinful souls.
4284 janma liē haĩ , vē|way tō 84 lākh kah dētē .
60They have taken 84 births. 61They say that we take 8.4 million births.
43Ab 84 lākh kā kaun baiṭh vichār karē̃gē isliē kōī kā vichār chaltā hī nahī̃ .
62Now, who would sit and think about 8.4 million births. 63This is why no one thinks about it at all.
44Abhī tumkō bāp nē samjhāyā hai , tum bāp kē āgē baiṭhē hō , nirākār bāp aur sākār bāp dōnō̃ hī bhārat mē̃ nāmīgrāmī haĩ .
64The Father has now explained to you: You are sitting in front of the Father. 65Both the incorporeal Father and the physical father are well known in Bharat.
45Gātē bhī haĩ parantu bāp kō jāntē nahī̃ haĩ , agyān nīnd mē̃ sōyē paṛē haĩ .
66People sing out to the Father, but they don’t know Him. 67They are sleeping in the sleep of ignorance.
46Gyān sē jāgr̥iti hōtī hai .
68With this knowledge, there is enlightenment.
47Rōśhnī mē̃ manuṣhya kabhī dhakkā nahī̃ khātē .
69Human beings never stumble when there is light.
48Andhiyārē mē̃ dhakkē khātē rahtē .
70They continue to stumble in the dark.
49Bhāratvāsī pūjya thē , ab pujārī haĩ .
71The people of Bharat were worthy of worship; they are now worshippers.
50Lakṣhmī-nārāyaṇ pūjya thē nā , yah kiskī pūjā karē̃gē .
72Lakshmi and Narayan were worthy of worship. 73Whom would they worship?
51Apnā chitra banāē apnī pūjā tō nahī̃ karē̃gē . 52Yah hō nahī̃ saktā .
74They would not create images of themselves and worship them; that is not possible.
53Tum bachchē jāntē hō - ham hī pūjya , sō phir kaisē pujārī bantē haĩ .
75You children know that we definitely were worthy of worship. 76Then, how did we same ones become worshippers?
54Yah bātē̃ aur kōī samajh nahī̃ saktē .
77No one else understands these aspects.
55Bāp hī samjhātē haĩ isliē kahtē bhī haĩ īśhvar key|kī gat mat nyārī hai .
78Only the Father explains. 79This is why they also say: “The directions and ways of God are unique.”
56Abhī tum bachchē jāntē hō bābā nē hamārī sārī duniyā sē gat mat nyārī kar dī hai .
80You children now know that Baba has made our ways and directions unique in the whole world.
57Sārī duniyā mē̃ anēk mat-matāntar haĩ , yahā̃ tum brāhmaṇō̃ kī hai ēk mat .
81There are many kinds of directions in the world. 82Here, the directions of you Brahmins are one.
58Īśhvar key|kī mat aur gat .
83They are God’s directions and ways.
59Gat arthāt sadgati .
84Ways means salvation.
60Sadgati dātā ēk hī bāp hai .
85Only the one Father is the Bestower of Salvation.
61Gātē bhī haĩ sarv kā sadgati dātā rām .
86They also sing: “The Bestower of Salvation for all is Rama.”
62Parantu samajhtē nahī̃ ki rām kiskō kahā jātā hai .
87However, they don’t truly understand who Rama is.
63Kahē̃gē jidhar dēkhō rām hī rām rahtā hai , iskō kahā jātā hai agyān andhiyārā .
88They say: “Wherever I look, Rama and only Rama resides.” 89That is called the darkness of ignorance.
64Andhiyārē mē̃ hai duḥkh , sōjharē mē̃ hai sukh .
90In darkness, there is sorrow and in light, there is happiness.
65Andhiyārē mē̃ hī pukārtē haĩ nā .
91They only call out in the darkness.
66Bandgī karnā mānā bāp kō bulānā , bhīkh māṅgtē haĩ nā .
92To pray means to call out to the Father. 93They beg, do they not?
67Dēvtāō̃ K|kē mandir mē̃ jākar bhīkh māṅgnā huā nā .
94To go to the temples of the deities means to be begging for alms, does it not?
68Satyug mē̃ bhīkh māṅgnē key|kī darkār nahī̃ .
95There is no need to beg for alms in the golden age.
69Bhikhārī kō insolvent kahā jātā hai .
96Beggars would be called insolvent.
70Satyug mē̃ tum kitnē solvent thē , uskō kahā jātā hai solvent .
97In the golden age, you were so solvent. 98That is called solvent.
71Bhārat abhī insolvent hai .
99Bharat is now insolvent.
72Yah bhī kōī samajhtē nahī̃ .
100No one even understands this.
73Kalp key|kī āyu ulṭī-sulṭī likh dēnē sē manuṣhyō̃ kā māthā hī phir gayā hai .
101Because the duration of the cycle has been written wrongly, their heads have definitely become confused.
74Bāp bahut pyār sē baiṭh samjhātē haĩ .
102The Father sits here and explains with a lot of love.
75Kalp pahlē bhī bachchō̃ kō samjhāyā thā , mujh patit-pāvan bāp kō yād karō tō tum pāvan ban jāyēṅgē .
103He also told you children a cycle ago: Remember Me, the Father, the Purifier, and you will become pure.
76Patit kaisē banē hō , vikārō̃ key|kī khād paṛī hai .
104How did you become impure? 105The alloy of the vices has been mixed into you.
77Sab manuṣhya junk khāyē huē haĩ .
106All human beings are rusty.
78Ab vah junk kaisē nikalē ?
107Now, how can that rust be removed?
79Mujhē yād karō .
108Remember Me.
80Dēh-abhimān chhōṛ dēhī-abhimānī banō .
109Let go of body consciousness and become soul conscious.
81Apnē kō ātmā samjhō .
110Consider yourselves to be souls.
82Pahlē tum hō ātmā phir śharīr lētē hō .
111First, you are souls, and you then adopt bodies.
83Ātmā tō amar hai , śharīr mr̥ityu kō pātā hai .
112Souls, after all, are eternal; the bodies die.
84Satyug kō kahā jātā hai amarlōk .
113The golden age is called a land of immortality.
85Kaliyug kō kahā jātā hai mr̥ityulōk .
114The iron age is called a land of mortality.
86Duniyā mē̃ yah kōī bhī nahī̃ jāntē ki amarlōk thā phir mr̥ityulōk kaisē banā .
115No one in the world knows that the land of immortality existed and that it then became this land of mortality.
87Amarlōk arthāt akālē mr̥iityu nahī̃ hōtī .
116“Land of immortality” means that untimely death doesn’t occur there.
88Vahā̃ āyu bhī baṛī rahtī hai .
117There, the lifespans are long.
89Vah hai hī pavitra duniyā .
118That is a pure world.
90Tum rājr̥iṣhi hō .
119You are Raj Rishis.
91R̥iṣhi pavitra kō kahā jātā hai .
120Someone pure is called a rishi.
92Tumkō pavitra kisnē banāyā ?
121Who made you pure?
93Unkō banātē haĩ śhaṅkarāchārya , tumkō banā rahē haĩ śhivāchārya .
122They are made rishis by the Shankaracharayas. 123You are being made pure by Shivacharaya (Shiva, the Teacher).
94Yah kōī paṛhā huā nahī̃ hai .
124That One has not studied anything.
95In dvārā tumkō śhivbābā ākar paṛhātē haĩ .
125Shiv Baba comes and teaches you through this one.
96Śhaṅkarāchārya nē tō garbh sē janma liyā , kōī ūpar sē avatarit nahī̃ huā .
126Shankaracharaya took birth through a womb. 127He didn’t incarnate from up above.
97Bāp tō inmē̃ pravēśh kartē haĩ , ātē haĩ , jātē haĩ , mālik haĩ , jismē̃ chāhē unmē̃ jā saktē haĩ .
128The Father, however, enters this one. 129He comes, He goes; He is the Master. 130He can enter whoever He wishes.
98Bābā nē samjhāyā hai kōī kā kalyāṇ karnē arth|earth maĩ pravēśh kar lētā hū̃ .
131Baba has explained: I enter someone for the sake of bringing benefit.
99Ātā tō patit tan mē̃ hī hū̃ nā .
132I definitely enter an impure body.
100Bahutō̃ kā kalyāṇ kartā hū̃ .
133I bring benefit to many.
101Bachchō̃ kō samjhāyā hai - māyā bhī cum|kam nahī̃ hai .
134It has been explained to you children that Maya, too, is no less.
102Kabhī-kabhī dhyān mē̃ māyā pravēśh kar ulṭā-sulṭā bulvātī rahtī hai isliē bachchō̃ kō bahut sambhāl karnī hai .
135Sometimes, Maya enters those in trance and makes them say wrong things. 136Therefore, children, you have to be very cautious.
103Kaiyō̃ mē̃ jab māyā pravēśh kar lētī hai tō kahtē haĩ maĩ śhiv hū̃ , phalānā hū̃ .
137When Maya enters some, they say: “I am Shiva, I am so-and-so.”
104Māyā baṛī śhaitān hai .
138Maya is very devilish.
105Samajhdār bachchē achchhī rīti samajh jāyēṅgē ki yah kiskā pravēśh hai .
139Sensible children will understand very quickly who has entered.
106Śharīr tō unkā mukarar yah hai nā .
140This body is fixed for Him.
107Phir dūsrē kā ham sunē̃ hī kyō̃ !
141Then, why should you listen to others?
108Agar suntē hō tō bābā sē pūchhō yah bāt right hai vā nahī̃ ?
142If you listen to that, you can ask Baba whether that aspect is right or not.
109Bāp jhaṭ samjhā dēgē .
143The Father will explain straightaway.
110Kaī brāhmaṇiyā̃ bhī in bātō̃ kō samajh nahī̃ saktī ki yah kyā hai .
144Many daughters, too, cannot understand what those things are.
111Kōī mē̃ tō aisī pravēśhtā hōtī hai jō chamāṭ bhī mār dētē , gāliyā̃ bhī dēnē lag paṛtē .
145Some incarnate in others in such a way that they even slap others and start swearing.
112Ab bāp thōṛēhī gālī dēgē .
146Now, would the Father swear?
113In bātō̃ kō bhī kaī bachchē samajh nahī̃ saktē .
147Many children don’t even understand these things.
114First class bachchē bhī kahā̃-kahā̃ bhūl jātē haĩ .
148First-class children too sometimes forget.
115Sab bātē̃ pūchhnī chāhiē kyōṅki bahutō̃ mē̃ māyā pravēśh kar lētī hai .
149You should ask about these things because Maya enters many.
116Phir dhyān mē̃ jākar kyā-kyā bōltē rahtē haĩ .
150Then they go into trance and continue to speak such nonsense.
117Ismē̃ bhī baṛā sambhālnā chāhiē .
151A great deal of caution is needed in this.
118Bāp kō pūrā samāchār dēnā chāhiē .
152The Father should be given the full news.
119Phalānē mē̃ mama ātī hai , phalānē mē̃ bābā ātē haĩ - in sab bātō̃ kō chhōṛ bāp kā ēk hī farmān hai ki māmēkam yād karō .
153“Mama comes in so-and-so, and Baba comes in so-and-so.” 154Forget all of those things. 155The Father has only one instruction: Remember Me alone.
120Bāp kō aur sr̥iṣhṭi chakra kō yād karō .
156Remember the Father and the world cycle.
121Rachayitā aur rachnā kā simraṇ karnē vālē key|kī śhakla sadaiv harṣhit rahēgī .
157The faces of those who remember the Creator and creation will remain constantly cheerful.
122Bahut haĩ jinkā simraṇ hōtā nahī̃ hai .
158Many cannot have remembrance.
123Karm-bandhan baṛā bhārī hai .
159The bondage of karma is very intense.
124Vivēk kahtā hai - jabki bēhad kā bāp milā hai , kahtē haĩ mujhē yād karō tō phir kyō̃ na ham yād karē̃ .
160The conscience says: “Now that I have found the unlimited Father and He says, “Remember Me”, why should I not remember Him?”
125Kuchh bhī hōtā hai tō bāp sē pūchhō .
161When anything happens, ask the Father.
126Bāp samjhāyēṅgē karmabhōg tō abhī rahā huā hai nā .
162The Father will explain. 163There is still the suffering of karma.
127Karmātīt avasthā hō jāyēgī tō phir tum sadaiv harṣhit rahē̃gē .
164When you reach your karmateet stage you will remain constantly cheerful.
128Tab tak kuchh na kuchh hōtā hai .
165Until then, one thing or another will happen.
129Yah bhī jāntē hō mirūā maut malūkā śhikār .
166You also know that there is death for the prey, glory for the hunter.
130Vināśh hōnā hai .
167Destruction is to happen.
131Tum phariśhtē bantē hō .
168You become angels.
132Bākī thōṛē din is duniyā mē̃ hō phir tum bachchō̃ kō yah sthūlvatan bhāsēgā nahī̃ .
169You are in this world for a few more days. 170Then, you children will not like this physical land.
133Sūkṣhmavatan aur mūlvatan bhāsēgā .
171You will prefer the subtle region and the incorporeal world.
134Sūkṣhmavatanvāsiyō̃ kō kahā jātā hai phariśhtē .
172The residents of the subtle region are called angels.
135Vah bahut thōṛā samay bantē hō jabki tum karmātīt avasthā kō pātē hō .
173When you attain your karmateet stage, you become those for a very short time.
136Sūkṣhmavatan mē̃ haḍḍī māns hōtā nahī̃ .
174There is no flesh or bones in the subtle region.
137Haḍḍī māns nahī̃ tō bākī kyā rahā ?
175What else remains if there is no flesh or bones?
138Sirph sūkṣhma śharīr hōtā hai !
176Only subtle bodies remain.
139Aisē nahī̃ ki nirākār ban jātē haĩ . 140Nahī̃ , sūkṣhma ākār rahtā hai .
177It is not that you become incorporeal; no, your subtle forms remain.
141Vahā̃ key|kī bhāṣhā movie chaltī hai .
178The language there is that of a silent movie.
142Ātmā āvāz sē parē hai .
179Souls are beyond sound.
143Uskō kahā jātā hai subtle world .
180That is called the subtle world.
144Sūkṣhma āvāz hōtā hai .
181There is subtle sound there.
145Yahā̃ hai talkie . 146Phir movie phir hai silence .
182Here, it is the talkie world whereas there, it is the movie world. 183Then, there is the world of silence.
147Yahā̃ talk chaltī hai .
184Here, it is the talkie world.
148Yah drama kā banā banāyā part hai .
185This part is predestined in the drama.
149Vahā̃ hai silence . 150Vah movie aur yah hai talkie .
186There, there is silence and then, that is the movie world and this is the talkie world.
151In tīn lōkō̃ kō bhī yād karnē vālē kōī virlē hōṅgē .
187Those who remember these three worlds are a rare few.
152Bāp samjhātē haĩ - bachchē , sajāō̃ sē chhūṭnē kē liē kam sē kam 8 ghaṇṭā karmayōgī ban karma karō , 8 ghaṇṭā ārām karō aur 8 ghaṇṭā bāp kō yād karō .
188The Father explains: Children, in order to be freed from punishment, become karma yogis and do your work for at least eight hours, rest for eight hours, and remember the Father for eight hours.
153Isī practice sē tum pāvan ban jāyēṅgē .
189Only through this practice will you become pure.
154Nīnd kartē hō , vah kōī bāp kī yād nahī̃ hai .
190When you go to sleep, that is not having remembrance of the Father.
155Aisē bhī kōī na samajhē ki bābā K|kē tō ham bachchē haĩ nā phir yād kyā karē̃ .
191No one should think: “We are Baba’s children anyway, so why should we remember Him?”
156Nahī̃ , bāp tō kahtē haĩ mujhē vahā̃ yād karō .
192No, the Father says: Remember Me there.
157Apnē kō ātmā samajh mujhē yād karō .
193Consider yourselves to be souls and remember Me.
158Jab tak yōgbal sē tum pavitra na banō tab tak ghar mē̃ bhī tum jā nahī̃ saktē .
194You cannot go home until you are made pure by the power of yoga.
159Nahī̃ tō phir sajāyē̃ khākar jānā hōgā .
195Otherwise, you will receive punishment and then go.
160Sūkṣhmavatan mūlvatan mē̃ bhī jānā hai phir ānā hai svarg mē̃ .
196You have to go to the subtle region as well as the incorporeal world. 197Then, you enter heaven.
161Bābā nē samjhāyā hai āgē chal akhbārō̃ mē̃ bhī paṛēgā , abhī tō bahut time hai .
198Baba has explained: Later on, this will be published in the newspapers as well. 199There is now a great deal of time.
162Itnī sārī rājdhānī sthāpan hōtī hai .
200Such a big kingdom is being established.
163South , north , east , west|waste bhārat kā kitnā hai .
201South, North, East and West, Bharat is so large.
164Ab akhbārō̃ dvārā hī āvāz nikalēgā .
202The sound will emerge through the newspapers.
165Bāp kahtē haĩ mujhē yād karō tō tumhārē pāp kaṭ jāyēṅgē .
203The Father says: Remember Me and your sins will be cut away.
166Bulātē bhī haĩ - hē patit-pāvan , liberator hamkō duḥkh sē chhuṛāō .
204They also call out: O Purifier, Liberator, free us from sorrow.
167Bachchē jāntē haĩ drama plan anusār vināśh bhī hōnā hai .
205You children also know that, according to the drama plan, destruction also has to happen.
168Is laṛāī kē bād phir śhānti hī śhānti hōgī , sukhdhām hō jāyēgā .
206After this war, there will be peace and only peace; it will become a land of happiness.
169Sārī uthal pāthal hō jāyēgī .
207Everything will be turned upside down.
170Satyug mē̃ hōtā hī hai ēk dharm .
208There is only one religion in the golden age.
171Kaliyug mē̃ haĩ anēk dharm .
209In the iron age, there are many religions.
172Yah tō kōī bhī samajh saktē haĩ .
210Anyone can understand this.
173Sabsē pahlē ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm thā , jab sūryavanśhī thē tō chandravanśhī nahī̃ thē phir chandravanśhī hōtē haĩ .
211Firstly, there is the original eternal deity religion. 212When the sun dynasty exists, the moon dynasty doesn’t exist. 213Then, later, the moon dynasty exists.
174Pīchhē yah dēvī-dēvtā dharm prāyaḥlōp hō jātā hai .
214Later on, this deity religion disappears.
175Pīchhē phir aur dharm vālē ātē haĩ .
215Then, later, those of other religions come.
176Vah bhī jab tak unhō̃ key|kī sansthā vr̥iddhi kō pāyē tab tak mālūm thōṛēhī paṛtā hai .
216They only know when their organisations expand. 217Until then, they also do not know.
177Abhī tum bachchē sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant kō jāntē hō .
218You children now know the beginning, the middle and the end of the world.
178Tumsē pūchhē̃gē sīṛhī mē̃ sirph bhāratvāsiyō̃ kō kyō̃ dikhāyā hai ?
219They ask you: Why have only the people of Bharat been shown in the ladder?
179Bōlō , yah khēl hai bhārat par .
220Tell them: “This play is about Bharat.
180Ādhākalp hai unhō̃ kā part , bākī dvāpar , kaliyug mē̃ anya sab dharm ātē haĩ .
221For half a cycle it is their part. 222Then the rest of the religions come in the copper and the iron ages.”
181Gōlē mē̃ yah sārī knowledge hai .
223The whole of this knowledge is in the picture of the cycle.
182Gōlā tō baṛā first class hai .
224The picture of the cycle is really first class.
183Satyug-trētā mē̃ hai śhrēṣhṭhāchārī duniyā .
225In the golden and silver ages, it is an elevated world.
184Dvāpar-kaliyug hai bhraṣhṭāchārī duniyā .
226In the copper and the iron ages, it is a degraded world.
185Abhī tum saṅgam par hō .
227You are now at the confluence.
186Yah gyān key|kī bātē̃ haĩ .
228These aspects are of this knowledge.
187Yah 4 yugō̃ kā chakra kaisē phirtā hai - yah kiskō patā nahī̃ hai .
229No one knows how this cycle of the four ages turns.
188Satyug mē̃ in lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya hōtā hai .
230In the golden age it is the kingdom of Lakshmi and Narayan.
189Inhō̃ kō bhī yah thōṛēhī patā rahtā ki satyug kē bād phir trētā hōnā hai , trētā kē bād phir dvāpar kaliyug ānā hai .
231They too don’t know beforehand that the silver age is to come after the golden age. 232Then, the copper and the iron ages are to come after the silver age.
190Yahā̃ bhī manuṣhyō̃ kō bilkul patā nahī̃ .
233Here, too, human beings don’t know this at all.
191Bhal kahtē haĩ parantu kaisē chakra phirtā hai , yah kōī nahī̃ jāntē isliē bābā nē samjhāyā hai - sārā gītā par jōr rakhō .
234They may say that they do, but no one knows how the cycle turns. 235This is why Baba has explained: Place the whole emphasis on the Gita.
192Sachchī gītā sunnē sē svargvāsī bantē haĩ .
236By listening to the true Gita, you become the residents of heaven.
193Yahā̃ śhivbābā khud sunātē haĩ , vahā̃ manuṣhya paṛhtē haĩ .
237Here, Shiv Baba Himself speaks. 238There, human beings read.
194Gītā bhī sabsē pahlē tum paṛhtē hō .
239You study the Gita first of all.
195Bhakti mē̃ bhī pahlē-pahlē tō tum jātē hō nā .
240You go onto the path of devotion too.
196Śhiv K|kē pujārī pahlē tum bantē hō .
241You first become worshippers of Shiva.
197Tumkō pahlē-pahlē pūjā karnī hōtī hai avyabhichārī , ēk śhivbābā key|kī .
242You are the first ones who perform unadulterated worship of one Shiv Baba.
198Sōmnāth mandir aur kiskī tākat thōṛēhī hai banānē key|kī .
243After all, does anyone else have the power to build the Somnath Temple?
199Board par kitnē prakār key|kī bātē̃ likh saktē haĩ .
244You can write a variety of things on the board.
200Yah bhī likh saktē haĩ bhāratvāsī sachchī gītā sunnē sē sachkhaṇḍ K|kē mālik bantē haĩ .
245You can also write this: “The people of Bharat can become the masters of the land of truth by listening to the Gita.”
201Abhī tum bachchē jāntē hō ham sachchī gītā sunkar svargvāsī ban rahē haĩ .
246You children know that you are now becoming the residents of heaven by listening to the true Gita.
202Jis samay tum samjhātē hō tō kahtē haĩ - hā̃ , barōbar ṭhīk hai , bāhar gayē khalās .
247When you explain, they say: “Yes, it is definitely good.” 248Then, they go out and it’s all finished.
203Vahā̃ key|kī vahā̃ rahī .
249What they heard there was left behind there.
204Achchhā !
250Achcha.
205Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
251To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
206Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
252The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
207Dhārṇā kē liē mukhya sār :
253Essence for dharna:
2081 ) rachayitā aur rachnā kā gyān simraṇ kar sadā harṣhit rahnā hai .
254 1. Churn this knowledge of the Creator and creation and remain constantly cheerful.
209Yād kī yātrā sē apnē purānē sab karmbandhan kāṭ karmātīt avasthā banānī hai .
255Cut away all your old bondages of karma with the pilgrimage of remembrance and make your stage karmateet.
2102 ) dhyān dīdār mē̃ māyā key|kī bahut pravēśhtā hōtī hai , isliē sambhāl karnī hai , bāp kō samāchār dē rāy lēnī hai , kōī bhī bhūl nahī̃ karnī hai .
256 2. Maya interferes a lot in trance and visions. 257Therefore, be cautious. 258Give the Father your news and seek His advice. 259Don’t make any mistakes.
Blessing
211Vardān : apnī śhubh bhāvnā dvārā nirbal ātmāō̃ mē̃ bal bharnē vālē sadā śhakti svarūp bhav
260Blessing: May you constantly be an embodiment of power and with your good wishes fill weak souls with power.
212Sēvādhārī bachchō̃ key|kī viśhēṣh sēvā hai - svayã śhakti svarūp rahnā aur sarv kō śhakti svarūp banānā arthāt nirbal ātmāō̃ mē̃ bal bharnā , iskē liē sadā śhubh bhāvnā aur śhrēṣhṭh kāmnā svarūp banō .
261 The special service of server children is for them to remain embodiments of power and to make everyone the same as themselves, that is, to fill weak souls with power. 262For this, constantly be an embodiment of good wishes and pure feelings.
213Śhubh bhāvnā kā arth|earth yah nahī̃ ki kisī mē̃ bhāvnā rakhtē-rakhtē uskē bhāvavān hō jāō .
263To have good wishes does not mean that by having good wishes for them you become influenced by them.
214Yah galatī|galtī nahī̃ karnā .
264Do not make this mistake.
215Śhubh bhāvnā bhī bēhad kī hō .
265Let there be unlimited good wishes.
216Ēk kē prati viśhēṣh bhāvnā bhī nuksānkārak hai isliē bēhad mē̃ sthit hō nirbal ātmāō̃ kō apnī prāpt huī śhaktiyō̃ K|kē ādhār sē śhakti svarūp banāō .
266To have special good wishes for one person alone is damaging. 267Therefore, remain stable in the unlimited and, on the basis of the powers you have received, make weak souls into embodiments of power.
Slogan
217Slōgan : alaṅkār brāhmaṇ jīvan kā śhrr̥iṅgār haĩ - isliē alaṅkārī banō dēh ahaṅkārī nahī̃ .
268Slogan: The ornaments (alankar) are the decoration of the Brahmin clan, and so become one who holds all the ornaments, not one who has ego (ahankar) of himself.
269*** Om Shanti ***
218Avyakt iśhārē - satyatā aur sabhyatā rūpī culture kō apnāō
270Avyakt Signal: Adopt the culture of truth and good manners
219Kaī bachchē kahtē haĩ vaisē krōdh nahī̃ ātā hai , lēkin kōī jhūṭh bōltā hai tō krōdh ā jātā hai .
271Some children say: Generally, I don’t get angry, but when someone tells lies, I do then get very angry.
220Usnē jhūṭh bōlā , āpnē krōdh sē bōlā tō dōnō̃ mē̃ right kaun ?
272If that person told you lies and you spoke with anger, which one of you was right?
221Kaī chaturāī sē kahtē haĩ ki ham krōdh nahī̃ kartē haĩ , hamārā āvāj hī baṛā hai , āvāj hī aisā tēj hai lēkin jab science K|kē sādhanō̃ sē āvāj kō cum|kam aur jyādā kar saktē haĩ tō kyā silence key|kī power sē apnē āvāj key|kī gati kō dhīmī yā tēj nahī̃ kar saktē hō ?
273Many of you are very clever and say that it’s not that you get angry, it’s just that your voice is loud or sharp. 274Since you are able to control the volume of something with the instruments of science, are you not able to control the speed of your own voice and make it slow or loud with the power of silence?