सोमवार 31 मार्च 2025 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

031-03-2025 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 31/03/25 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - tum abhī purānī duniyā K|kē gate|get sē nikalkar śhāntidhām aur sukhdhām mē̃ jā rahē hō , bāp hī mukti-jīvanmukti kā rāstā batātē haĩ ' '

1Essence: Sweet children, you are now exiting the gate of this old world and entering the gate to the land of peace and the land of happiness. 2Only the Father shows you the path to liberation and liberation-in-life.

Question

2Praśhna  : vartamān samay sabsē achchhā karma kaun sā hai  ?

3Question: What is the best karma at the present time?

Answer

3Uttar  : sabsē achchhā karma hai mansā , vāchā , karmaṇā andhō̃ kī lāṭhī bannā .

4Answer: The best karma is to become sticks for the blind in your thoughts, words and deeds.

4Tum bachchō̃ kō vichār sāgar manthan karnā chāhiē ki aisā kaun-sā śhabda likhē̃ jō manuṣhyō̃ kō ghar kā ( mukti kā ) aur jīvanmukti kā rāstā mil jāē . 5Manuṣhya sahaj samajh lē̃ ki yahā̃ śhānti sukh key|kī duniyā mē̃ jānē kā rāstā batāyā jātā hai .

5You children should churn the ocean of this knowledge about which words should be written so that people can find the path home (to liberation), as well as to the land of liberation-in-life, so that they can easily understand that the path to peace and happiness is shown here.

Murli

6Ōm śhānti .

6Om shanti.

7Jādūgar key|kī battī sunā hai  ?

7Have you heard of the Magician's lamp?

8Alāuddīn key|kī battī bhī gāyā jātā hai .

8Aladdin’s lamp too has been remembered.

9Alāuddīn key|kī battī vā jādūgar key|kī battī kyā-kyā dikhātī hai  !

9What does Aladdin’s lamp or the Magician’s lamp show you?

10Vaikuṇṭha , svarg , sukhdhām .

10It shows Paradise, heaven, the land of happiness.

11Battī kō prakāśh kahā jātā hai .

11A lamp is called a light.

12Abhī tō andhiyārā hai nā .

12At present, there is darkness.

13Ab yah jō prakāśh dikhānē kē liē bachchē pradarśhanī mēlē kartē haĩ , itnā kharchā kartē haĩ , māthā mārtē haĩ .

13You children are now holding fairs and exhibitions to show everyone the light. 14You are spending so much money and beating your heads.

14Pūchhtē haĩ bābā inkā nām kyā rakhē̃  ?

15You ask: Baba, what shall we call it?

15Yahā̃ bāmbē kō kahtē haĩ gate-way of India .

16Bombay is called the "Gateway of India".

16Steamer pahlē bāmbē mē̃ hī ātē haĩ .

17Steamers first dock in Bombay.

17Dēhlī mē̃ bhī India gate hai .

18In Delhi, too, there is "The India Gate ".

18Ab apnā yah hai gate|get of|off mukti jīvanmukti .

19This here is our gate to liberation and liberation-in-life.

19Dō gates haĩ nā .

20There are two gates.

20Hamēśhā gate|get dō hōtē haĩ in aur out .

21There are always two gates, in and out.

21Ēk sē ānā , dūsrē sē jānā .

22One is for entering and the other is for exiting.

22Yah bhī aisē hai - ham naī duniyā mē̃ ātē haĩ phir purānī duniyā sē bāhar nikal apnē ghar chalē jātē haĩ .

23It is the same here. 24We enter a new world, then exit this old world and then return to our home.

23Parantu vāpas āpēhī tō ham jā nahī̃ saktē kyōṅki ghar kō bhūl gayē haĩ , guide chāhiē .

25However, we’re unable to return home by ourselves because we have forgotten our home. 26The Guide is needed.

24Vah bhī hamkō milā hai jō rāstā batātē haĩ .

27We have found Him and He is showing us the way.

25Bachchē jāntē haĩ bābā hamkō mukti-jīvanmukti , śhānti aur sukh kā rāstā batātē haĩ .

28You children know that Baba is showing you the way to liberation and liberation-in-life, peace and happiness.

26Tō gate|get of|off śhāntidhām sukhdhām likhē̃ .

29Therefore, you should write: Gateway to the land of peace and the land of happiness.

27Vichār sāgar manthan karnā hōtā hai nā .

30You have to churn this.

28Bahut khyālāt chaltē haĩ - mukti-jīvanmukti kiskō kahā jātā hai , vah bhī kōī kō patā nahī̃ hai .

31They have many thoughts about what liberation is and what liberation-in-life is. 32No one knows what these are.

29Śhānti aur sukh tō sabhī chāhtē haĩ .

33Everyone wants peace and happiness.

30Śhānti bhī hō aur dhan daulat bhī hō .

34Let there be peace and also wealth and prosperity.

31Vah tō hōtā hī hai satyug mē̃ .

35These only exist in the golden age.

32Tō nām likh dē̃ - gate|get of|off śhāntidhām aur sukhdhām athavā gate|get of|off purity , peace|pīs , prosperity .

36Therefore, "Gateway to Shantidham and Sukhdham" should be written. 37Otherwise, "Gate to Purity, Peace and Prosperity".

33Yah tō achchhē akṣhar haĩ .

38These words are good.

34Tīnō̃ hī yahā̃ nahī̃ haĩ .

39These three things do not exist here.

35Tō is par phir samjhānā bhī paṛē . 36Naī duniyā mē̃ yah sab thā .

40Therefore, it should be explained that all of these existed in the new world.

37Naī duniyā kī sthāpanā karnē vālā hai patit-pāvan , god father .

41God, the Father, the Purifier, is the One who establishes the new world.

38Tō jarūr hamkō is purānī duniyā sē nikal ghar jānā paṛē .

42Therefore, we definitely have to exit this old world and return home.

39Tō yah gate|get huā nā - purity , peace|pīs , prosperity kā .

43So, this is the gate to purity, peace and prosperity.

40Bābā kō yah nām achchhā lagtā hai .

44Baba likes this name.

41Ab vāstav mē̃ uskī opening tō śhivbābā kartē haĩ . 42Parantu ham brāhmaṇō̃ dvārā karātē haĩ .

45In fact, although it is Shiv Baba who carries out the opening, He does it through us Brahmins.

43Duniyā mē̃ opening ceremony tō bahut hōtī rahtī haĩ nā .

46There are many opening ceremonies in the world.

44Kōī hospital key|kī karē̃gē , kōī university key|kī karē̃gē . 45Yah tō ēk hī bār hōtī hai aur is samay hī hōtī hai tō isliē vichār kiyā jātā hai .

47Some are for hospitals, some for universities but this inauguration only takes place once and only at this time. 48This is why a lot of thought is given to this.

46Bachchō̃ nē likhā - brahmā bābā ākar udghāṭan karē̃ .

49Some children have written: Brahma Baba should come and inaugurate this.

47Bāpdādā dōnō̃ kō bulāyē̃ .

50We should invite both Bap and Dada.

48Bāp kahtē haĩ tum bāhar kahī̃ jā nahī̃ saktē .

51The Father tells me: You’re not allowed to go anywhere outside.

49Udghāṭan karnē kē liē jāyē̃ , vivēk nahī̃ kahtā , kāydā nahī̃ .

52The conscience does not allow me to go to inaugurate it and law also does not allow me to go.

50Yah tō kōī bhī khōl saktē haĩ .

53Anyone can inaugurate it.

51Akhbār mē̃ bhī paṛēgā - prajāpitā brahmākumār-kumāriyā̃ .

54It will be published in the papers: Prajapita Brahma Kumars and Kumaris.

52Yah nām bhī baṛā achchhā hai nā .

55This name is good.

53Prajāpitā tō sabkā bāp hō gayā .

56Prajapita means the Father of everyone.

54Vah kōī cum|kam hai kyā  !

57He is no less.

55Aur phir bāp khud ceremony karātē haĩ .

58The Father Himself carries out the ceremony.

56Karanak-rāvanahār hai nā .

59He is Karankaravanhar.

57Buddhi mē̃ rahnā chāhiē nā ham svarg key|kī sthāpanā kar rahē haĩ .

60Let it remain in your intellects that you are establishing heaven.

58Tō kitnā purūṣhārth kar śhrīmat par chalnā chāhiē .

61Therefore, you should make that much effort and follow shrimat.

59Vartamān samay mansā-vāchā-karmaṇā sabsē achchhā karma tō ēk hī hai - andhō̃ key|kī lāṭhī bannā .

62At the present time, there is only one best karma to do with your thoughts, words and deeds, and that is to become sticks for the blind.

60Gātē bhī haĩ - hē prabhū andhō̃ key|kī lāṭhī .

63People even say: O God, give a stick to the blind!

61Sab andhē hī andhē haĩ .

64All are blind.

62Tō bāp ākar lāṭhī bantē haĩ .

65Therefore, the Father comes and becomes that stick.

63Gyān kā tīsrā nētra dētē haĩ , jissē tum svarg mē̃ number-vār purūṣhārth anusār jātē hō .

66He gives each of you a third eye of knowledge through which you go to heaven, numberwise, according to the efforts you make.

64Number-vār tō haĩ hī .

67It is numberwise.

65Yah bahut baṛī bēhad key|kī hospital cum|kam university hai .

68This is a very big hospital-cum-university.

66Samjhāyā jātā hai - ātmāō̃ kā bāp parampitā paramātmā patit-pāvan hai .

69It has been explained that the Father of all souls is the Supreme Father, the Supreme Soul, and the Purifier.

67Tum us bāp kō yād karō tō sukhdhām chalē jāyēṅgē .

70Remember that Father and you will go to that land of happiness.

68Yah hai hell , inkō heaven nahī̃ kahē̃gē .

71This is hell; it cannot be called heaven.

69Heaven mē̃ hai hī ēk dharm .

72There is only one religion in heaven.

70Bhārat svarg thā , dūsrā kōī dharm nahī̃ thā .

73When Bharat was heaven, there were no other religions there.

71Yah sirph yād karē̃ , yah bhī man-manābhav hai .

74Simply to remember this means to be “Manmanabhav.”

72Ham svarg mē̃ sārē viśhva K|kē mālik thē - itnā bhī yād nahī̃ paṛtā hai  !

75In heaven, we were the masters of the whole world. 76You do not remember even this.

73Buddhi mē̃ hai hamkō bāp milā hai tō vah khuśhī rahnī chāhiē .

77It is in your intellects that you have found the Father. 78Therefore, you should have the happiness of that.

74Parantu māyā bhī cum|kam nahī̃ hai .

79However, Maya is no less.

75Aisē bāp kā bankar phir bhī itnī khuśhī mē̃ nahī̃ rahtē haĩ .

80Even after belonging to such a Father, you are unable to have that much happiness.

76Ghuṭkē khātē rahtē haĩ .

81You continue to choke.

77Māyā ghaṛī-ghaṛī bahut ghuṭkē khilātī hai .

82Maya repeatedly makes you choke a lot.

78Śhivbābā key|kī yād bhulā dētī hai .

83She makes you forget to have remembrance of Shiv Baba.

79Khud bhī kahtē haĩ yād ṭhahartī nahī̃ hai .

84Then, you say: I’m unable to stay in remembrance.

80Bāp ghuṭkā khilātē haĩ gyān sāgar mē̃ , māyā phir ghuṭkā khilātī hai viṣhay sāgar mē̃ .

85The Father makes you dive deep into the ocean of this knowledge, whereas Maya makes you flounder in an ocean of poison.

81Baṛā khuśhī sē ghuṭkā khānē lag paṛtē haĩ .

86Some happily flounder a lot.

82Bāp kahtē haĩ śhivbābā kō yād karō .

87The Father says: Remember Shiv Baba.

83Māyā phir bhulā dētī hai .

88Nevertheless, Maya makes them forget.

84Bāp kō yād hī nahī̃ kartē .

89They don’t have remembrance of the Father.

85Bāp kō jāntē hī nahī̃ .

90They don’t even know the Father.

86Duḥkh hartā sukh kartā tō parampitā paramātmā hai nā .

91Only the Supreme Father, the Supreme Soul, is the Remover of Sorrow and the Bestower of Happiness.

87Vah hai hī duḥkh harnē vālā .

92He is the One who finishes all of our sorrow.

88Vah phir gaṅgā mē̃ jākar ḍubkī lagātē haĩ . 89Samajhtē haĩ gaṅgā patit-pāvnī hai .

93People go to the Ganges to bathe, because they consider the Ganges to be the Purifier.

90Satyug mē̃ gaṅgā kō duḥkh harnī pāp kaṭnī nahī̃ kahē̃gē .

94In the golden age, you won’t say that the Ganges removes your sorrow or erases your sins.

91Sādhū sant ādi sab jākar nadiyō̃ K|kē kinārē baiṭhtē haĩ .

95Sages and holy men etc. all go and sit on the banks of a river.

92Sāgar K|kē kinārē kyō̃ nahī̃ baiṭhtē haĩ  ?

96Why do they not sit on the shore of an ocean?

93Abhī tum bachchē sāgar K|kē kinārē baiṭhē hō .

97You children are now sitting on the shore of the Ocean.

94Ḍhēr K|kē ḍhēr bachchē sāgar pās|pass ātē haĩ .

98Many children come to the Ocean.

95Phir samajhtē haĩ sāgar sē nikalī huī yah chhōṭī-baṛī nadiyā̃ bhī haĩ .

99It is understood that these small and large rivers have emerged from the Ocean.

96Brahm putrā , sindh , sarasvatī yah bhī nām rakhē huē haĩ .

100The names “Brahmaputra” and “Sindh Saraswati” are given to them.

97Bāp samjhātē haĩ - bachchē , tumhē̃ mansā-vāchā-karmaṇā bahut-bahut dhyān rakhnā hai , kabhī bhī tumhē̃ krōdh nahī̃ ānā chāhiē .

101The Father explains: Children, you have to pay a lot of attention to your thoughts, words and deeds. 102Never become angry.

98Krōdh pahlē mansā mē̃ ātā phir vāchā aur karmaṇā mē̃ bhī ā jātā hai .

103Anger first arises in the mind and then in words and deeds.

99Yah tīn khiṛkiyā̃ haĩ isliē bāp samjhātē haĩ - mīṭhē bachchē , vāchā adhik nahī̃ chalāō , śhānt mē̃ rahō , vāchā mē̃ āyē tō karmaṇā mē̃ ā jāyēgā .

104These are three windows. 105This is why the Father explains: Sweet children, do not talk unnecessarily. 106Stay in silence. 107When something emerges in words, it will also happen in your deeds.

100Gussā pahlē mansā mē̃ ātā hai phir vāchā-karmaṇā mē̃ ātā hai .

108Anger first arises in the mind and then comes out in words and deeds.

101Tīnō̃ khiṛkiyō̃ sē nikaltā hai .

109It comes out of all three windows.

102Pahlē mansā mē̃ āyēgā .

110It will first enter the mind.

103Duniyā vālē tō ēk-dō kō duḥkh dētē rahtē haĩ , laṛtē-jhagaṛtē rahtē haĩ .

111People of the world continue to cause sorrow for one another; they continue to fight.

104Tumkō tō kōī kō bhī duḥkh nahī̃ dēnā hai .

112You must not cause sorrow for anyone.

105Khyāl bhī nahī̃ ānā chāhiē .

113You shouldn't even have a thought of that.

106Silence mē̃ rahnā baṛā achchhā hai .

114It is very good to remain in silence.

107Tō bāp ākar svarg kā athavā sukh-śhānti kā gate|get batlātē haĩ .

115The Father comes and opens the gate to heaven, that is, the gate to peace and happiness.

108Bachchō̃ kō hī batlātē haĩ .

116He only tells you children this.

109Bachchō̃ kō kahtē haĩ tum bhī aurō̃ kō batlāō .

117He tells you children to tell others.

110Purity , peace|pīs , prosperity hōtī hai svarg mē̃ .

118Purity, peace and prosperity only exist in heaven.

111Vahā̃ kaisē jātē haĩ , vah samajhnā hai .

119You have to understand how you can go there.

112Yah mahābhārat laṛāī bhī gate|get khōltī hai .

120The Mahabharat War also opens the gates.

113Bābā kā vichār sāgar manthan tō chaltā hai nā . 114Kyā nām rakhē̃  ?

121Baba continues to churn the ocean of this knowledge about what name should be given.

115Savērē vichār sāgar manthan karnē sē makkhan nikaltā hai .

122By churning this ocean of knowledge in the morning you’re able to extract the butter.

116Achchhī rāy nikaltī hai , tab bābā kahtē haĩ savērē uṭh bāp kō yād karō aur vichār sāgar manthan karō - kyā nām rakhā jāē  ?

123Good suggestions emerge. 124This is why Baba says: Wake up in the morning, remember the Father and churn the ocean of this knowledge about what name should be given.

117Vichār karnā chāhiē , kōī kā achchhā vichār bhī nikaltā hai .

125Think about this. 126Some of you are able to come up with good ideas.

118Ab tum samajhtē hō patit kō pāvan banānā mānā narkvāsī sē svargvāsī banānā .

127You now understand that to change an impure person into a pure one means to change him from a resident of hell into a resident of heaven.

119Dēvtāyē̃ pāvan haĩ , tab tō unkē āgē māthā ṭēktē haĩ .

128Deities are pure. 129This is why people bow down in front of them.

120Tum abhī kiskō māthā nahī̃ ṭēk saktē hō , kāydā nahī̃ . 121Bākī yukti sē chalnā hōtā hai .

130Although it’s against the rules for you to bow down to anyone now, you have to continue to act tactfully.

122Sādhū lōg apnē kō ūñch pavitra samajhtē haĩ , aurō̃ kō apavitr nīñch samajhtē haĩ .

131Sages consider themselves to be elevated and pure and everyone else to be impure and degraded.

123Tum bhal jāntē hō ham sabsē ūñch haĩ parantu kōī hāth jōṛē tō respond dēnā paṛē .

132Even though you know that you are the most elevated ones when someone greets you with palms together, you have to respond to him.

124Harīōm tatsat kartē haĩ , tō karnā paṛē .

133When they greet you in that way, you have to respond in the same way.

125Yukti sē nahī̃ chalē̃gē tō vah hāth nahī̃ āyēṅgē .

134If you do not interact with them tactfully, you will be unable to catch hold of them.

126Baṛī yuktiyā̃ chāhiē .

135You need plenty of tact.

127Jab maut sir par ātā hai tō sabhī bhagvān kā nām lētē haĩ .

136When death is standing over peoples’ heads, they all remember God.

128Ājkal itaphāk tō bahut hōtē rahē̃gē .

137Nowadays, many things continue to happen accidentally.

129Āhistē-āhistē āg phailtī hai .

138Gradually, the fire will spread.

130Āg śhurū hōgī vilāyat sē phir āhistē-āhistē sārī duniyā jal jāyēgī .

139The fire will start abroad and then, gradually, the whole world will burn away.

131Pichhāṛī mē̃ tum bachchē hī rah jātē hō .

140At the end, only you children will remain.

132Tumhārī ātmā pavitra hō jātī hai tō phir tumkō vahā̃ naī duniyā miltī hai .

141You souls will be purified, and you will then receive a new world.

133Duniyā kā nayā note tum bachchō̃ kō miltā hai .

142You children take new notes for the world.

134Tum rājya kartē hō .

143You rule there.

135Alāuddīn key|kī battī bhī maśhhūr hai nā  !

144Aladdin’s lamp is famous.

136Note aisā karnē sē kārūn kā khajānā mil jātā hai .

145By making such notes, you receive limitless treasures.

137Hai bhī barōbar .

146This is accurate.

138Tum jāntē hō allāh avaldīn jhaṭ iśhārē sē sākṣhātkār karātē haĩ .

147You know that when a signal is given, Allah Aladdin instantly grants you visions.

139Sirph tum śhivbābā kō yād karō tō sab sākṣhātkār hō jāyēṅgē .

148Simply remember Shiv Baba and you will all have visions.

140Naudhā bhakti sē bhī sākṣhātkār hōtā hai nā .

149Devotees receive visions by doing intense devotion.

141Yahā̃ tumkō aim object kā sākṣhātkār tō hōtā hī hai phir tum bābā kō , svarg kō bahut yād karē̃gē .

150Here, you receive visions of your aim and objective. 151Therefore, you can remember Baba and heaven a great deal.

142Ghaṛī-ghaṛī dēkhtē rahē̃gē .

152You will continue to see it again and again.

143Jō bābā key|kī yād mē̃ aur gyān mē̃ mast hōṅgē vahī ant key|kī sabhī scene scenery dēkh sakē̃gē .

153Those who are clever and remain engaged in having remembrance of Baba and this knowledge will be able to see the scenes and scenery at the end.

144Baṛī mañjil hai .

154The destination is very high.

145Apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karnā , māsī kā ghar nahī̃ hai . 146Bahut mēhnat hai .

155To consider yourself to be a soul and remember the Father is not like going to your aunty's home, it requires a lot of effort.

147Yād hī mukhya hai .

156Remembrance is the main thing.

148Jaisē bābā divya dr̥iṣhṭi dātā hai tō svayã apnē liē divya dr̥iṣhṭi dātā ban jāyēṅgē .

157Just as Baba is the Bestower of divine visions, in the same way, you will become bestowers of divine visions for yourselves.

149Jaisē bhakti mārg mē̃ tīvr vēg sē yād kartē haĩ tō sākṣhātkār hōtā hai .

158On the path of devotion, it is after they remember God with a lot of intensity that they have a vision.

150Apnī mēhnat sē jaisē divya dr̥iṣhṭi dātā ban jātē haĩ .

159It is as though they become bestowers of divine visions through their own efforts.

151Tum bhī yād kī mēhnat mē̃ rahē̃gē tō bahut khuśhī mē̃ rahē̃gē aur sākṣhātkār hōtē rahē̃gē .

160By remaining engaged in making effort to have remembrance, you will remain very happy and also have visions.

152Yah sārī duniyā bhūl jāē . 153Manmanābhav hō jāē̃ .

161You will be able to forget the whole of this world and become stable in the awareness of “Manmanabhav”.

154Bākī kyā chāhiē  !

162What else do you need?

155Yōgbal sē phir tum apnā śharīr chhōṛ dētē hō .

163You will then leave your bodies with the power of yoga.

156Bhakti mē̃ bhī mēhnat hōtī hai , ismē̃ bhī mēhnat chāhiē .

164There is effort in performing devotion. 165Effort is required in this too.

157Mēhnat kā rāstā bābā bahut first class batātē rahtē haĩ .

166Baba continues to show you a first-class method of making effort.

158Apnē kō ātmā samajhnē sē phir dēh kā bhān hī nahī̃ rahēgā .

167By considering yourselves to be souls, you will lose the awareness of bodies.

159Jaisē bāp samān ban jāyēṅgē . 160Sākṣhātkār kartē rahē̃gē .

168It will be as though you become equal to the Father and you will continue to have visions.

161Khuśhī bhī bahut rahēgī .

169There will also be a lot of happiness.

162Result sārī pichhāṛī key|kī gāī huī hai .

170The result of the final time has been remembered.

163Apnē nām-rūp sē bhī nyārā hōnā hai tō phir dūsrē K|kē nām-rūp kō yād karnē sē kyā hālat hōgī  !

171You also have to remain detached from your own name and form. 172Therefore, what would your state become if you remembered the names and forms of others?

164Knowledge tō bahut sahaj hai .

173This knowledge is very easy.

165Prāchīn bhārat kā yōg jō hai , jādū usmē̃ hai .

174The ancient yoga of Bharat has been remembered; there is magic in it.

166Bābā nē samjhāyā hai brahm gyānī bhī aisē śharīr chhōṛtē haĩ .

175Baba has explained that those who have that knowledge of the brahm element also leave their bodies like this.

167Ham ātmā haĩ , paramātmā mē̃ līn hōnā hai .

176They say: I am a soul and I will merge into the Supreme Soul.

168Līn kōī hōtē nahī̃ haĩ .

177However, no one can merge.

169Haĩ brahm gyānī .

178They have the knowledge of the brahm element.

170Bābā nē dēkhā hai baiṭhē-baiṭhē śharīr chhōṛ dētē haĩ .

179Baba has seen that they leave their bodies simply whilst they are sitting somewhere.

171Vāyumaṇḍal baṛā śhānt rahtā hai , sannāṭā hō jātā hai .

180The atmosphere is very peaceful and there is dead silence.

172Sannāṭā bhī unkō bhāsēgā jō gyān mārg mē̃ hōṅgē , śhānt mē̃ rahnē vālē hōṅgē .

181It is the ones who are on the path of this knowledge, the ones who are able to remain peaceful, who experience that dead silence.

173Bākī kaī bachchē tō abhī bēbiyā̃ haĩ . 174Ghaṛī-ghaṛī gir paṛtē haĩ , ismē̃ bahut-bahut gupta mēhnat hai .

182However, some children are still babies; they continue to fall down again and again. 183A lot of incognito effort is required in this.

175Bhakti mārg key|kī mēhnat pratyakṣha hōtī hai . 176Mālā phērō , kōṭhī mē̃ baiṭh bhakti karō . 177Yahā̃ tō chaltē-phirtē tum yād mē̃ rahtē hō .

184The efforts of those on the path of devotion are visible; they turn the beads of a rosary. 185They sit in a little hut and do devotion, whereas here, you stay in remembrance whilst walking and moving around.

178Kōī kō patā paṛ na sakē ki yah rājāī lē rahē haĩ .

186No one is able to see that you are claiming the kingdom.

179Yōg sē hī sārā hisāb-kitāb chuktū karnā hai .

187You have to settle all your karmic accounts with yoga.

180Gyān sē thōṛēhī chuktū hōtā hai .

188They cannot be settled with this knowledge.

181Hisāb-kitāb chuktū hōgā yād sē .

189The accounts will be settled with remembrance.

182Karmabhōg yād sē chuktū hōgā .

190The suffering of karma will be settled with remembrance.

183Yah hai gupta .

191This is incognito.

184Bābā sab kuchh gupta sikhlātē haĩ .

192Everything that Baba teaches you is incognito.

185Achchhā .

193Achcha.

186Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

194To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

187Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

195The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

188Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

196Essence for dharna:

1891 ) mansā-vāchā-karmaṇā kabhī bhī krōdh nahī̃ karnā hai .

197 1. Never become angry in your thoughts, words or deeds.

190In tīnō̃ khiṛkiyō̃ par bahut dhyān rakhnā hai .

198Pay a lot of attention to these three windows.

191Vāchā adhik nahī̃ chalānā hai .

199Do not talk unnecessarily.

192Ēk-dō kō duḥkh nahī̃ dēnā hai .

200Do not cause sorrow for one another.

1932 ) gyān aur yōg mē̃ mast rah antim scene scenery dēkhnī haĩ .

201 2. Remain intoxicated in this knowledge and yoga and watch the scenes and scenery at the end.

194Apnē vā dūsrō̃ K|kē nām-rūp kō bhūl maĩ ātmā hū̃ , is smr̥iti sē dēhbhān kō samāpt karnā hai .

202Finish any consciousness of bodies by forgetting your own name and form and the names and forms of others and remain in the awareness of souls.

Blessing

195Vardān  : snēh K|kē vāṇ dvārā snēh mē̃ ghāyal karnē vālē snēh aur prāpti sampann lavlīn ātmā bhav

203Blessing: May you be a soul merged in love and filled with love and attainment and by shooting arrows of love, make others unconscious with love.

196Jaisē laukik rīti sē kōī kiskē snēh mē̃ lavlīn hōtā hai tō chēhrē sē , nayanō̃ sē , vāṇī sē anubhav hōtā hai ki yah lavlīn hai - āśhik hai - aisē jab stage par jātē hō tō jitnā apnē andar bāp kā snēh emerge hōgā utnā hī snēh kā vāṇ aurō̃ kō bhī snēh mē̃ ghāyal kar dēgā .

204 In a worldly way, when someone is absorbed in love for someone, you feel from his or her face, eyes and words that that one is merged in love, that that one is in love. 205In the same way, when you go onto a stage, however much love for the Father you have emerged in you, arrows of love will accordingly make others unconscious with love.

197Bhāṣhaṇ key|kī link sōchnā , point duharānā - yah svarūp nahī̃ hō , snēh aur prāpti kā sampann svarūp , lavlīn svarūp hō .

206Do not have the form of thinking of a link of lecture or of repeating points. 207Instead, let there be the form of being merged in love, being filled with love and attainment.

198Authority hōkar bōlnē sē uskā prabhāv paṛtā hai .

208When you speak as an authority, it has an impact.

Slogan

199Slōgan  : sampūrṇtā dvārā samāpti kē samay kō samīp lāō .

209Slogan: By attaining completion and perfection, bring the time of completion close.

210*** Om Shanti ***

200Avyakt iśhārē - satyatā aur sabhyatā rūpī culture kō apnāō

211Avyakt Signal: Adopt the culture of truth and good manners

201Yah tō sab samajhnē lagē haĩ ki yah ' kōī haĩ ' , lēkin yahī haĩ aur yah ēk hī haĩ , yah halchal kā hal ab chalāō .

212Everyone has begun to understand that there is “the One”. 213However, this One is the only One. 214Now plough the field of this upheaval.

202Abhī aur bhī haĩ , yah bhī haĩ yahā̃ tak pahuñchē haĩ lēkin yah ēk hī haĩ , abhī aisā tīr lagāō .

215They have now reached the stage of saying that as well as this One there are others too, but now shoot such an arrow that they say, "This is the only One."

203Dharnī tō ban gaī aur bantī jāyēgī . 204Lēkin jō foundation hai , navīntā hai , bīj hai , vah hai nayā gyān .

216The field is ready and will continue to be ready, but the foundation, newness and seed is this new knowledge.

205Niḥsvārth pyār hai , rūhānī pyār hai yah tō anubhav kartē haĩ lēkin abhī pyār K|kē sāth-sāth gyān key|kī authority vālī ātmāyē̃ haĩ , satya gyān key|kī authority haĩ , yah pratyakṣha karō tab pratyakṣhatā hō .

217They have experienced that this is altruistic love and spiritual love, but now, together with love, show them that you are souls with the authority of this knowledge, the authority of true this knowledge. 218Reveal this then revelation will then take place.