मंगलवार 1 अप्रैल 2025 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

001-04-2025 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 01/04/25 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - bāp knowledgeful hai , unhē̃ jānī jānanhār kahnā , yah ulṭī mahimā hai , bāp ātē hī haĩ tumhē̃ patit sē pāvan banānē ' '

1Essence: Sweet children, the Father is the knowledge-full One. 2To call Him Janijananhar (One who knows what is inside each one's heart) is the wrong praise of Him. 3The Father comes to change you from impure to pure.

Question

2Praśhna  : bāp K|kē sāth-sāth sabsē adhik mahimā aur kiskī hai aur kaisē  ?

4Question: Together with praise of the Father, who else has the most praise? 5What is that praise?

Answer

3Uttar  : 1 . bāp kē sāth bhārat key|kī mahimā bhī bahut hai .

6Answer: 1) Together with the Father’s praise, Bharat too has been praised a lot.

4Bhārat hī avināśhī khaṇḍ hai .

7Only Bharat is an imperishable land.

5Bhārat hī svarg bantā hai .

8Only Bharat becomes heaven.

6Bāp nē bhāratvāsiyō̃ kō hī dhanvān , sukhī aur pavitra banāyā hai .

9The Father makes the people of Bharat wealthy, happy and pure.

72 . gītā key|kī bhī aparamapār mahimā hai , sarvśhāstramaī śhirōmaṇī gītā hai .

10 2) There is limitless praise of the Gita. 11It is also the jewel, the mother, of all the scriptures.

83 . tum chaitanya gyān gaṅgāō̃ key|kī bhī bahut mahimā hai .

12 3) There is also a great deal of praise of you living Ganges of this knowledge.

9Tum direct gyān sāgar sē nikalī hō .

13You have emerged directly from the Ocean of Knowledge.

Murli

10Ōm śhānti .

14Om shanti.

11Ōm śhānti kā arth|earth tō nayē vā purānē bachchō̃ nē samjhā hai .

15New as well as old children understand the meaning of “Om shanti”.

12Tum bachchē jān gayē hō - ham sab ātmāyē̃ paramātmā key|kī santān haĩ .

16You children now know that all of us are souls and that we are the children of the Supreme Father, the Supreme Soul.

13Paramātmā ūñch tē ūñch aur bahut pyārē tē pyārā sabhī kā māśhūk hai .

17The Supreme Soul is the Highest on High and the most loved. 18He is everyone's Beloved.

14Bachchō̃ kō gyān aur bhakti kā rāz tō samjhāyā hai , gyān mānā din - satyug-trētā , bhakti mānā rāt - dvāpar-kaliyug .

19The significance of this knowledge and that devotion has been explained to you children. 20This knowledge means the day, the golden and silver ages, and devotion means the night, the copper and iron ages.

15Bhārat key|kī hī bāt hai .

21All of this refers to Bharat.

16Pahlē-pahlē tum bhāratvāsī ātē hō .

22It is you people of Bharat who are the first ones to come down.

1784 kā chakra bhī tum bhāratvāsiyō̃ kē liē hai .

23The cycle of 84 births is for you people of Bharat.

18Bhārat hī avināśhī khaṇḍ hai .

24Bharat is an imperishable land.

19Bhārat khaṇḍ hī svarg bantā hai , aur kōī khaṇḍ svarg nahī̃ bantā .

25Only the land of Bharat becomes heaven; no other land becomes heaven.

20Bachchō̃ kō samjhāyā gayā hai - naī duniyā satyug mē̃ bhārat hī hōtā hai .

26It has been explained to you children that there is only Bharat in the golden-aged new world.

21Bhārat hī svarg kahlātā hai .

27Only Bharat is called heaven.

22Bhāratvāsī hī phir 84 janma lētē haĩ , narkvāsī bantē haĩ .

28Then, whilst the residents of Bharat are taking 84 births, they become residents of hell.

23Vahī phir svargvāsī banē̃gē .

29From residents of hell, they then become residents of heaven.

24Is samay sabhī narkvāsī haĩ phir bhī aur sabhī khaṇḍ vināśh hō bākī bhārat rahēgā .

30At present, all are residents of hell. 31Only Bharat will remain, all other lands will be destroyed.

25Bhārat khaṇḍ key|kī mahimā aparamapār hai .

32The praise of the land of Bharat is limitless.

26Bhārat mē̃ hī bāp ākar tumkō rājyōg sikhlātē haĩ .

33It is only in Bharat that the Father comes and teaches you Raja Yoga.

27Yah gītā kā puruṣhōttam saṅgamyug hai .

34This is the most elevated confluence age, the age of the Gita.

28Bhārat hī phir puruṣhōttam bannē kā hai .

35Only Bharat is to become the most elevated land.

29Abhī vah ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm bhī nahī̃ hai , rājya bhī nahī̃ hai tō vah yug bhī nahī̃ hai .

36At present, the original eternal deity religion doesn’t exist. 37Neither that kingdom nor that age exist now.

30Tum bachchē jāntē hō world almighty authority ēk bhagvān kō hī kahā jātā hai .

38All of you children know that only God is called the World Almighty Authority.

31Bhāratvāsī yah bahut bhūl kartē haĩ jō kahtē haĩ vah antaryāmī hai . 32Sabhī K|kē andar kō vah jāntē haĩ .

39The people of Bharat make the big mistake of saying that God is Antaryami (One who knows what is inside everyone) and knows what is in each one's heart.

33Bāp kahtē haĩ maĩ kōī K|kē bhī andar kō nahī̃ jāntā hū̃ .

40The Father says: I don't know what is inside everyone.

34Mērā tō kām hī hai patitō̃ kō pāvan banānā .

41My task is to purify the impure.

35Bahut kahtē haĩ śhivbābā āp tō antaryāmī hō .

42Many say: Shiv Baba, You are Antaryami.

36Bābā kahtē haĩ maĩ hū̃ nahī̃ , maĩ kiskē bhī dil kō nahī̃ jāntā hū̃ .

43Baba says: I am not that. 44I don't know what is inside each one's heart.

37Maĩ tō sirph ākar patitō̃ kō pāvan banātā hū̃ .

45I simply come to purify the impure.

38Mujhē bulātē hī patit duniyā mē̃ haĩ .

46You invoke Me into the impure world.

39Aur maĩ ēk hī bār ātā hū̃ jabki purānī duniyā kō nayā banānā hai .

47I only come once when the old world has to be made new.

40Manuṣhya kō yah patā nahī̃ hai ki yah jō duniyā hai vah naī sē purānī , purānī sē naī kab hōtī hai  ?

48People do not know when the old world becomes new or when the new world becomes old.

41Her|har chīz naī sē purānī satō , rajō , tamō mē̃ jarūr ātī hai .

49Everything definitely has to change from new to old as it goes through the stages of sato, rajo and tamo.

42Manuṣhya bhī aisē hōtē haĩ .

50Human beings too are like this.

43Bālak satōpradhān hai phir yuvā hōtē haĩ phir vr̥iddha hōtē haĩ arthāt rajō , tamō mē̃ ātē haĩ .

51A baby is at first satopradhan, then he becomes an adult and then elderly, that is, he goes through the stages of rajo and tamo.

44Buṛhā śharīr hōtā hai tō vah chhōṛkar phir bachchā banē̃gē .

52When someone’s body is old, that soul leaves it and enters another body as a baby again.

45Bachchē jāntē haĩ naī duniyā mē̃ bhārat kitnā ūñch thā .

53You children know how elevated Bharat was in that new world.

46Bhārat key|kī mahimā aparamapār hai .

54The praise of Bharat is limitless.

47Itnā sukhī , dhanvān , pavitra aur kōī khaṇḍ hai nahī̃ .

55There is no other land as happy, wealthy or pure as Bharat was.

48Phir satōpradhān banānē bāp āyē haĩ . 49Satōpradhān duniyā key|kī sthāpanā hō rahī hai .

56The Father has now come to make it satopradhan again; the satopradhan world is being established.

50Trimūrti brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar kō create kisnē kiyā  ?

57Who created the Trimurti: Brahma, Vishnu and Shankar?

51Ūñch tē ūñch tō śhiv hai .

58Shiva is the Highest on High.

52Kahtē haĩ trimūrti brahmā , arth|earth tō samajhtē nahī̃ .

59People speak of Trimurti Brahma, but they don't understand the meaning of that.

53Vāstav mē̃ kahnā chāhiē trimūrti śhiv , na ki brahmā .

60In fact, they should say Trimurti Shiva, not Trimurti Brahma.

54Ab gātē haĩ dēv-dēv mahādēv .

61They speak of the greatest deity of all deities.

55Śhaṅkar kō ūñch rakhtē haĩ tō trimūrti śhaṅkar kahē̃ nā .

62They believe Shankar to be the highest. 63Therefore, they should then say Trimurti Shankar.

56Phir trimūrti brahmā kyō̃ kahtē  ?

64Why do they say, “Trimurti Brahma”?

57Śhiv hai rachayitā .

65Shiva is the Creator.

58Gātē bhī haĩ parampitā paramātmā brahmā dvārā sthāpanā kartē haĩ brāhmaṇō̃ key|kī .

66It is remembered that the Supreme Father, the Supreme Soul, creates Brahmins through Brahma.

59Bhakti mārg mē̃ knowledgeful bāp kō jānī-jānanahār kah dētē haĩ , ab vah mahimā arth|earth sahit nahī̃ hai .

67On the path of devotion, people call the knowledge-full Father Janijananhar (One who knows everything). 68That praise has no meaning.

60Tum bachchē jāntē hō bāp dvārā hamē̃ varsā miltā hai , vah khud ham brāhmaṇō̃ kō paṛhātē haĩ kyōṅki vah bāp bhī hai , supreme teacher bhī hai , world key|kī history-geography kaisē chakra lagātī hai , vah bhī samjhātē haĩ , vahī knowledgeful hai .

69You children know that you are now to receive the inheritance from the Father. 70He Himself teaches us Brahmins because He is the Father and the Supreme Teacher. 71He explains the history and geography of the world and how you go around the cycle too. 72Only He is knowledge-full.

61Bākī aisē nahī̃ ki vah jānī-jānanahār hai .

73It isn't that He is Janijananhar.

62Yah bhūl hai .

74That is a mistake.

63Maĩ tō sirph ākar patitō̃ kō pāvan banātā hū̃ , 21 janm kē liē rājya-bhāgya dētā hū̃ .

75I simply come to purify the impure and give them their fortune of the kingdom for 21 births.

64Bhakti mārg mē̃ hai alpkāl kā sukh , jiskō sannyāsī , haṭhyōgī jāntē hī nahī̃ .

76The happiness of the path of devotion which the sannyasis, the hatha yogis, don't know about is only temporary.

65Brahm kō yād kartē haĩ .

77They remember the brahm element.

66Ab brahm tō bhagvān nahī̃ .

78The brahm element is not God.

67Bhagvān tō ēk nirākār śhiv hai , jō sarv ātmāō̃ kā bāp hai .

79Only incorporeal Shiva is God; He is the Father of all souls.

68Ham ātmāō̃ K|kē rahnē kā sthān brahmāṇḍ sweet home hai .

80The place of residence of all souls is Brahmand, the sweet home.

69Vahā̃ sē ham ātmāyē̃ yahā̃ part bajānē ātī haĩ .

81We souls come here from there to play our parts.

70Ātmā kahtī hai ham ēk śharīr chhōṛ dūsrā-tīsrā lētī hū̃ .

82The soul says: I leave one body and take a second body, a third body etc.

7184 janm bhī bhāratvāsiyō̃ K|kē hī haĩ , jinhōnnē bahut bhakti kī hai vahī phir gyān bhī jāstī uṭhāyēṅgē .

83Only the people of Bharat take 84 births. 84Those who have performed a lot of devotion also take a lot of this knowledge.

72Bāp kahtē haĩ gr̥ihastha vyavahār mē̃ bhal rahō parantu śhrīmat par chalō .

85The Father says: You may live at home with your families but you have to follow shrimat.

73Tum sabhī ātmāyē̃ āśhik hō ēk paramātmā māśhuk key|kī .

86All of you souls are lovers of the one Beloved, the Supreme Soul.

74Bhaktimārg sē lēkar tum yād kartē āyē hō .

87You have been remembering Him since the beginning of the path of devotion.

75Ātmā bāp kō yād kartī hai .

88Souls remember the Father.

76Yah hai hī duḥkhdhām .

89This is a land of sorrow.

77Ham ātmāyē̃ asul śhānti-dhām key|kī nivāsī haĩ .

90We souls were originally residents of the land of peace.

78Pīchhē āyē sukhdhām mē̃ phir hamnē 84 janma liē .

91We then went to that land of happiness and took 84 births.

79' ham sō , sō ham ' kā arth|earth bhī samjhāyā hai .

92The meaning of "hum so, so hum" (as I was, so shall I be) has been explained to you.

80Vah tō kah dētē ātmā sō paramātmā , paramātmā sō ātmā .

93Those people simply say that each soul is the Supreme Soul and that the Supreme Soul is in each soul.

81Ab bāp nē samjhāyā hai - ham sō dēvtā , kṣhatriya , vaiśhya , sō śhūdra .

94The Father has now explained: You were the deities who then became the warriors, merchants and shudras.

82Abhī ham sō brāhmaṇ banē haĩ sō dēvtā bannē kē liē .

95We have now become Brahmins in order to become deities again.

83Yah hai yathārth arth|earth .

96This is its true meaning.

84Vah hai bilkul wrong .

97The other interpretation is completely wrong.

85Satyug mē̃ ēk dēvī-dēvtā dharm , advait dharm thā .

98In the golden age, there was the one deity religion; it was an undivided kingdom.

86Pīchhē aur dharm huē haĩ tō dvait huā hai .

99Then, when the other religions began, it became divided.

87Dvāpar sē āsurī rāvaṇ rājya śhurū hō jātā hai .

100The devilish kingdom of Ravan begins when the copper age begins.

88Satyug mē̃ rāvaṇrājya hī nahī̃ tō 5 vikār bhī nahī̃ hō saktē .

101There is no kingdom of Ravan in the golden age and so there are none of the five vices either.

89Vah haĩ hī sampūrṇ nirvikārī .

102That world is completely viceless.

90Abhī tum hō godly student .

103You are Godly students.

91Tō yah teacher bhī huā , father bhī huā .

104That One is the Father and He is also the Teacher.

92Phir tum bachchō̃ kō sadgati dē , svarg mē̃ lē jātē haĩ tō bāp teacher gurū tīnō̃ hī hō gayā .

105He grants you children salvation and sends you to heaven. 106Therefore, He is all three: the Father, the Teacher and the Guru.

93Unkē tum bachchē banē hō tō tumkō kitnī khuśhī hōnī chāhiē .

107You have become His children. 108Therefore, you should have so much happiness.

94Manuṣhya tō kuchh bhī nahī̃ jāntē , rāvaṇ rājya hai nā .

109It is because this is Ravan’s kingdom that people do not know anything.

95Her|har varṣh rāvaṇ kō jalātē ātē haĩ parantu rāvaṇ hai kaun , yah nahī̃ jāntē .

110People burn an effigy of Ravan every year but they do not know who Ravan is.

96Tum bachchē jāntē hō - yah rāvaṇ bhārat kā sabsē baṛā duśhman hai .

111You children know that Ravan is the greatest enemy of Bharat.

97Yah knowledge tum bachchō̃ kō hī knowledgeful bāp sē miltī hai .

112Only you children are given this knowledge by the knowledge-full Father.

98Vah bāp hī gyān kā sāgar , ānand kā sāgar hai .

113Only that Father is the Ocean of Knowledge, the Ocean of Bliss.

99Gyān sāgar sē tum bādal bharkar phir jāē varṣhā barsātē hō .

114You clouds are being filled by the Ocean of Knowledge and you will then go and shower the rain of this knowledge.

100Gyān gaṅgāyē̃ tum hō , tumhārī hī mahimā hai .

115You are the Ganges of knowledge. 116It is you who are praised.

101Bāp kahtē haĩ maĩ tumkō abhī pāvan banānē āyā hū̃ , yah ēk janm pavitra banō , mujhē yād karō tō tum tamōpradhān sē satōpradhān ban jāyēṅgē .

117The Father says: I have now come to make you pure. 118You become pure in this one birth by remembering Me and you become satopradhan from tamopradhan.

102Maĩ hī patit-pāvan hū̃ , jitnā hō sakē yād kō baṛhāō .

119Only I am the Purifier. 120Increase your remembrance as much as possible.

103Mukh sē śhivbābā kahnā bhī nahī̃ hai .

121You don't have to say, "Shiv Baba, Shiv Baba", with your mouth.

104Jaisē āśhik māśhuk kō yād kartē haĩ , ēk bār dēkhā , bas phir buddhi mē̃ unkī hī yād rahēgī .

122A lover remembers her beloved. 123Once they see each other, their intellects only remember each other.

105Bhakti mārg mē̃ jō jis dēvtā kō yād kartē , pūjā kartē , uskā sākṣhātkār hō jātā hai .

124On the path of devotion, when someone remembers a particular deity and worships that one, he has a vision of that one.

106Vah hai alpkāl kē liē .

125That is only for a temporary period.

107Bhakti kartē nīchē utartē āyē haĩ .

126Whilst performing devotion, they continue to come down.

108Ab tō maut sāmnē khaṛā hai .

127Death is now standing in front of you.

109Hāy-hāy kē bād phir jay-jayakār hōnī hai .

128After the cries of distress, there will be the cries of victory.

110Bhārat mē̃ hī rakt key|kī nadī bahnī hai .

129Rivers of blood have to flow in Bharat.

111Civil war K|kē āsār bhī dikhāī dē rahē haĩ .

130Signs of civil war are visible now.

112Tamōpradhān ban gayē haĩ .

131Everything has become tamopradhan.

113Ab tum satōpradhān ban rahē hō .

132You are now becoming satopradhan.

114Jō kalp pahlē dēvtā banē haĩ , vahī ākar bāp sē varsā lē̃gē .

133Those who became deities in the previous cycle will claim the same inheritance from the Father.

115Cum|kam bhakti key|kī hōgī tō gyān thōṛā uṭhāyēṅgē .

134Those who have done less devotion will take less of this knowledge.

116Phir prajā mē̃ bhī number-vār pad pāyēṅgē .

135They will also claim a status, numberwise, amongst the subjects.

117Achchhē puruṣhārthī śhrīmat par chal achchhā pad pāyēṅgē .

136Good effort-makers follow shrimat and claim a good status.

118Manners bhī achchhē chāhiē .

137You need to have good manners.

119Daivīguṇ bhī dhāraṇ karnē haĩ vah phir 21 janm chalē̃gē .

138Imbibe divine virtues so well that they last you for 21 births.

120Abhī haĩ sabkē āsurī guṇ .

139Everyone now has devilish traits.

121Āsurī duniyā , patit duniyā hai nā .

140This is a devilish world, an impure world.

122Tum bachchō̃ kō world key|kī history-geography bhī samjhāī gaī hai .

141The history and geography of the world has been explained to you children.

123Is samay bāp kahtē haĩ yād karnē key|kī mēhnat karō tō tum sachchā sōnā ban jāyēṅgē .

142At this time, the Father says: Make effort to have remembrance now and you will become real gold.

124Satyug hai golden age , sachchā sōnā phir trētā mē̃ chāndī key|kī alloy paṛtī hai . 125Kalā kam hōtī jātī hai .

143Satyug is the golden age. 144It is true gold and then there is the alloy of silver in the silver age; the degrees continue to decrease.

126Abhī tō kōī kalā nahī̃ hai , jab aisī hālat hō jātī hai tab bāp ātē haĩ , yah bhī drama mē̃ nūndh hai .

145There are now no degrees left. 146It is when the world reaches such a state that the Father comes. 147This is fixed in the drama.

127Is rāvaṇ rājya mē̃ sabhī bēsamajh ban gayē haĩ , jō bēhad drama K|kē pārṭdhārī hōkar bhī drama K|kē ādi-madhy-ant kō nahī̃ jāntē haĩ .

148Everyone in the kingdom of Ravan has become so senseless. 149Even though they are actors in this unlimited drama, they do not know the beginning, the middle or the end of the drama.

128Tum actors hō nā .

150You too are actors.

129Tum jāntē hō ham yahā̃ part bajānē āyē haĩ .

151You know that you have come here to play your parts.

130Parantu pārṭdhārī hōkar jāntē nahī̃ .

152However, even though you knew that you were actors, you didn't know this drama.

131Tō bēhad kā bāp kahē̃gē nā ki tum kitnē bēsamajh ban gayē hō .

153Therefore, the unlimited Father would say: You became so senseless.

132Ab maĩ tumhē̃ samajhdār hīrē jaisā banātā hū̃ .

154I am now making you sensible, like diamonds.

133Phir rāvaṇ kauṛī jaisā banā dētā hai .

155Then Ravan makes you like shells.

134Maĩ hī ākar sabkō sāth lē jātā hū̃ phir yah patit duniyā bhī vināśh hōtī hai .

156Only I come and take you back with Me. 157This impure world will then be destroyed.

135Machchharō̃ sadr̥iśhya sabkō lē jātā hū̃ .

158I take everyone back home like a swarm of mosquitoes.

136Tumhārī aim object sāmnē khaṛī hai .

159Your aim and objective is in front of you.

137Aisā tumkō bannā hai tab tō tum svargvāsī banē̃gē .

160You have to become like them. 161Only then will you become residents of heaven.

138Tum brahmākumār-kumāriyā̃ yah puruṣhārth kar rahē hō .

162You Brahma Kumars and Kumaris are making this effort.

139Manuṣhyō̃ key|kī buddhi tamōpradhān hai tō samajhtē nahī̃ . 140Itnē be|B . K|kē . haĩ tō jarūr prajāpitā brahmā bhī hōgā .

163People's intellects are tamopradhan, and so they don't understand that since there are so many of you Brahma Kumars and Kumaris, there must also definitely be Prajapita Brahma.

141Brāhmaṇ haĩ chōṭī , brāhmaṇ phir dēvtā … chitrō̃ mē̃ brāhmaṇō̃ kō aur śhiv kō gum kar diyā hai .

164Brahmins are the topknot; they then become deities. 165They have removed you Brahmins and Shiva from the pictures.

142Tum brāhmaṇ abhī bhārat kō svarg banā rahē hō .

166You Brahmins are now making Bharat into heaven.

143Achchhā .

167Achcha.

144Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

168To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

145Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

169The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

146Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

170Essence for dharna:

1471 ) ūñch pad kē liē śhrīmat par chal achchhē manners dhāraṇ karnē haĩ .

171 1. In order to claim a high status, follow shrimat and imbibe good manners.

1482 ) sachchā āśhik ban ēk māśhūk kō hī yād karnā hai .

172 2. Become true lovers who only remember the one Beloved.

149Jitnā hō sakē yād kā abhyās baṛhātē jānā hai .

173Continue to increase your practice of remembrance as much as possible.

Blessing

150Vardān  : nimittpan key|kī smr̥iti sē māyā kā gate|get band karnē vālē double light bhav

174Blessing: May you remain aware that you are an instrument and become double light and so close the gates to Maya.

151Jō sadā svayã kō nimitt samajhkar chaltē haĩ unhē̃ double light sthiti kā svataḥanubhav hōtā hai .

175 Those who constantly move along while considering themselves to be instruments automatically experience the double-light stage.

152Karankarāvanhār karā rahē haĩ , maĩ nimitt hū̃ - isī smr̥iti sē saphaltā hōtī hai .

176Have this awareness “Karankaravanhar is inspiring me and I am an instrument”, and you will experience success.

153Maĩ pan āyā arthāt māyā kā gate|get khulā , nimitt samjhā arthāt māyā kā gate|get band huā .

177To have the consciousness of “I” means to open the gates to Maya. 178To consider yourself to be an instrument means to close the gates to Maya.

154Tō nimitt samajhnē sē māyājīt bhī ban jātē aur double light bhī ban jātē .

179By considering yourself to be an instrument, you become a conqueror of Maya and you also become double light.

155Sāth-sāth saphaltā bhī avaśhya miltī hai .

180Together with this, you also achieve success.

156Yahī smr̥iti number one lēnē kā ādhār ban jātī hai .

181This awareness becomes the basis of your claiming number one.

Slogan

157Slōgan  : trikāldarśhī bankar her|har karma karō tō saphaltā sahaj miltī rahēgī .

182Slogan: Perform every act while being trikaldarshi and you will easily achieve success.

183*** Om Shanti *** 184Avyakt Signal: Remain constantly victorious with the awareness of the combined form 185The meaning of a Shiv Shakti is to be combined with the Father. 186The Father and I: both together are said to be a Shiv Shakti. 187No one can separate those who are combined. 188Remember that you have a right to remain combined. 189Previously, you were seekers and you are now those who remain with Him. 190Constantly have this intoxication.

158Mātēśhvarī jī K|kē mahāvākya

191Elevated versions from Mateshwariji

1591 ) «  manuṣhya ātmā apnī pūrī kamāī anusār bhaviṣhya prālabdh bhōgtā hai ' '

1921) Human souls experience their future reward according to their complete income.

160Dēkhō , bahut manuṣhya aisē samajhtē haĩ hamārē pūrva janmō̃ key|kī achchhī kamāī sē abhī yah gyān prāpt huā hai parantu aisī bāt hai hī nahī̃ , pūrv janm kā achchhā phal hai yah tō ham jāntē haĩ .

193Look, many people think that they have received this knowledge at this time because of their good income from their past births. 194However, it is not like that. 195We know that we have received the good fruit of our past births.

161Kalp kā chakra phirtā rahtā hai satō , rajō , tamō badlī|badalī hōtā rahtā hai parantu drama anusār puruṣhārth sē prālabdh bannē key|kī margin rakhī hai tab tō vahā̃ satyug mē̃ kōī rājā-rānī , kōī dāsī , kōī prajā pad pātē haĩ .

196The cycle of each kalpa continues to turn and changes from sato to rajo to tamo but, according to the drama, there is a margin for you to create a reward by making effort. 197This is why, in the golden age, some are kings or queens, some are servants and others have the status of subjects.

162Tō yahī puruṣhārth key|kī siddhi hai vahā̃ dvait , īrṣhyā hōtī nahī̃ , vahā̃ prajā bhī sukhī hai .

198The success of this effort is that there is no duality there, there is no jealousy there and even the people are happy there.

163Rājā-rānī prajā key|kī aisī sambhāl kartē haĩ jaisē mā̃ bāp apnē bachchō̃ key|kī sambhāl kartē haĩ , vahā̃ garīb sāhūkār sab santuṣhṭ haĩ .

199The king and queen look after their people like a mother and father would look after their children. 200There, the poor and the wealthy are all content.

164Is ēk janm K|kē puruṣhārth sē 21 pīṛhī kē liē sukh bhōgē̃gē , yah hai avināśhī kamāī , jō is avināśhī kamāī mē̃ avināśhī gyān sē avināśhī pad miltā hai , abhī ham satyugī duniyā mē̃ jā rahē haĩ yah practical khēl chal rahā hai , yahā̃ kōī chhū mantra key|kī bāt nahī̃ hai .

201From the efforts you make in this one birth, you will experience happiness for 21 births. 202This income is imperishable and from this imperishable income and imperishable knowledge, you receive an imperishable status. 203We are now going to a golden-aged world. 204This is a practical play that is being performed. 205Here, it is not a question of magic.

1652 ) «  guru mat , śhāstrō̃ key|kī mat kōī paramātmā key|kī mat nahī̃ hai ' '

2062)The directions of a guru and of the scriptures are not God’s directions.

166Paramātmā kahtē haĩ bachchē , yah guru mat , śhāstra mat kōī mērī mat nahī̃ hai , yah tō sirph mērē nām key|kī mat dētē haĩ parantu mērī mat tō maĩ jāntā hū̃ , mērē milan kā patā maĩ ākar dētā hū̃ , uskē pahlē mērī address kōī nahī̃ jāntā .

207God says: Children, those directions from gurus and scriptures are not My directions. 208They simply give directions in My name but, in fact, I know My directions. 209I come and tell you about meeting Me. 210Before that, no one knew My address.

167Gītā mē̃ bhal bhagvānuvāch hai parantu gītā bhī manuṣhyō̃ nē banāī hai , bhagvān tō svayã gyān kā sāgar hai , bhagvān nē jō mahāvākya sunāyē haĩ unkā yādgār phir gītā banī hai .

211Although “Versions of God” are mentioned in the Gita, it was human beings who wrote the Gita. 212God Himself is the Ocean of Knowledge. 213The memorial of the elevated versions that God spoke is the Gita.

168Yah vidvān , paṇḍit , āchārya kahtē haĩ paramātmā nē saṅskr̥it mē̃ mahāvākya uchchāraṇ kiyē , usē sīkhnē bigar paramātmā mil nahī̃ sakēgā .

214Scholars, pandits and teachers say that God spoke the elevated versions in Sanskrit and that we cannot find God without learning that.

169Yah tō aur hī ulṭā karmkāṇḍ mē̃ phaṅsātē haĩ , vēd , śhāstra paṛh agar sīṛhī chaṛh jāvē tō phir utnā hī utarnā paṛē arthāt unkō bhulāē ēk paramātmā sē buddhiyōg jōṛnā paṛē kyōṅki paramātmā sāph kahtā hai in karmkāṇḍ , vēd , śhāstra paṛhnē sē mērī prāpti nahī̃ hōtī hai .

215They trap us into the rituals of karma even more. 216If we climb that ladder of studying the Vedas and scriptures, we would then have to come down to the same extent, that is, we would have to forget that. 217We have to connect our intellects in yoga with the one God because God clearly says: You cannot find Me by all those rituals of karma or by studying the Vedas and scriptures.

170Dēkhō dhruv , prahlād , mīrā nē kyā śhāstra paṛhā  ?

218Look, what scriptures did Dhruv, Prahlad or Meera study? 219(Devotees mentioned in the scriptures.)

171Yahā̃ tō paṛhā huā bhī sab bhūlnā paṛtā hai .

220Here, you even have to forget everything you have studied.

172Jaisē arjun nē paṛhā thā tō unkō bhī bhūlnā paṛā .

221For instance, Arjuna studied and he had to forget all of that.

173Bhagvān K|kē sāph mahāvākya haĩ - śhvā̃sō-śhvā̃s mujhē yād karō ismē̃ kuchh bhī karnē key|kī jarūrat nahī̃ hai .

222God’s clear elevated versions are: Remember Me in every breath. 223There is no need to do anything for this.

174Jab tak yah gyān nahī̃ hai tō bhakti mārg chaltā hai parantu gyān kā dīpak jag jātā hai tō karmkāṇḍ chhūṭ jātē haĩ kyōṅki karmkāṇḍ kartē-kartē agar śharīr chhūṭ jāvē tō phāydā kyā milā  ?

224Until you receive this knowledge, there is just the path of devotion. 225However, when the lamp of this knowledge is ignited, you become free from all the rituals of karma, because if you were to leave your body while doing all those physical things, what benefit would you receive?

175Prālabdh tō banī nahī̃ , karmbandhan K|kē hisāb-kitāb sē tō mukti milī nahī̃ .

226You neither created a reward nor did you receive liberation from the karmic accounts of the karmic bondages.

176Lōg tō samajhtē haĩ jhūṭh na bōlnā , chōrī na karnā , kisī kō duḥkh na dēnā . . . yah achchhā karma hai .

227People think that good acts are not telling lies, not stealing and not causing someone sorrow.

177Parantu yahā̃ tō sadākāl K|kē liyē karmō̃ key|kī bandhāyamānī sē chhūṭnā hai aur vikarmō̃ key|kī jaṛ kō nikālnā hai .

228However, here, you have to liberate yourselves from all bondages of karma for all time and also remove the roots of sin actions.

178Ham tō ab chāhtē haĩ , aisā bīj ḍālē̃ jissē achchhē karmō̃ kā jhāṛ nikalē , isliē manuṣhya jīvan K|kē kārya kō jān śhrēṣhṭh karma karnā hai .

229We now wish to sow such seeds that a tree of good karma emerges. 230So, understand the task of human life and perform elevated karma.

179Achchhā - ōm śhānti .

231Achcha.

180Avyakt iśhārē - «  combined rūp key|kī smr̥iti sē sadā vijayī banō ' ' 181Śhiv śhakti kā arth|earth hī hai combined . 182Bāp aur āp - dōnō̃ kō milākar kahtē haĩ śhivśhakti . 183Tō jō combined hai , usē kōī alag nahī̃ kar saktā . 184Yahī yād rakhō ki ham combined rahnē K|kē adhikārī ban gayē . 185Pahlē ḍhūṇḍhnē vālē thē aur abhī sāth rahnē vālē haĩ - yah naśhā sadā rahē .