शनिवार 12 अप्रैल 2025 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

012-04-2025 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 12/04/25 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - tumhārā yah brāhmaṇ kul bilkul nirālā hai , tum brāhmaṇ hī knowledgeful hō , tum gyān , vigyān aur agyān kō jāntē hō ' '

1Essence: Sweet children, this Brahmin clan of yours is unique. 2Only you Brahmins are knowledge-full. 3You now know about gyan (this knowledge), vigyan (yoga beyond knowledge, silence) and agyan (ignorance).

Question

2Praśhna  : kis sahaj purūṣhārth sē tum bachchō̃ key|kī dil sab bātō̃ sē haṭtī jāyēgī  ?

4Question: What easy effort should you children make in order for your hearts to move away from everything else?

Answer

3Uttar  : sirph rūhānī dhandhē mē̃ lag jāō , jitnā-jitnā rūhānī service kartē rahē̃gē utnā aur sab bātō̃ sē svataḥ dil haṭtī jāyēgī . 4Rājāī lēnē K|kē purūṣhārth mē̃ lag jāyēṅgē .

5Answer: Simply engage yourselves in doing spiritual business. 6The more spiritual service you do, the more your hearts will automatically move away from everything else and you will become busy making effort to claim the kingdom.

5Parantu rūhānī service K|kē sāth-sāth jō rachnā rachī hai , uskī bhī sambhāl karnī hai .

7However, as well as doing this spiritual service, you also have to look after your creation that you have created.

Song

6Gīt  : jō piyā kē sāth hai …

8Song: The rain of knowledge is for those who are with the Beloved.

Murli

7Ōm śhānti .

9Om shanti.

8Piyā kahā jātā hai bāp kō .

10It is the Father who is called the Beloved.

9Ab bāp kē āgē tō bachchē baiṭhē haĩ .

11You children are now sitting in front of the Father.

10Bachchē jāntē haĩ ham kōī sādhū sanyāsī ādi kē āgē nahī̃ baiṭhē haĩ .

12You children know that you are not sitting in front of a sannyasi or sage.

11Vah bāp gyān kā sāgar hai , gyān sē hī sadgati hōtī hai .

13That Father is the Ocean of Knowledge. 14It is through this knowledge that there is salvation.

12Kahā jātā hai gyān , vigyān aur agyān .

15People speak of gyan, vigyan and agyan.

13Vigyān arthāt dēhī-abhimānī bannā , yād kī yātrā mē̃ rahnā aur gyān arthāt sr̥iṣhṭi chakra kō jānnā .

16Vigyan means to become soul conscious and to stay on the pilgrimage of remembrance. 17Gyan is this knowledge of how the world cycle continues to turn.

14Gyān , vigyān aur agyān - iskā arth|earth manuṣhya bilkul nahī̃ jāntē haĩ .

18People do not know the real meaning of gyan, vigyan or agyan at all.

15Abhī tum hō saṅgamyugī brāhmaṇ .

19You are now confluence-aged Brahmins.

16Tumhārā yah brāhmaṇ kul nirālā hai , unkō kōī nahī̃ jāntē .

20This Brahmin clan of yours is unique. 21No one knows it.

17Śhāstrō̃ mē̃ yah bātē̃ haĩ nahī̃ ki brāhmaṇ saṅgam par hōtē haĩ .

22It doesn’t say in the scriptures that Brahmins exist at the confluence age.

18Yah bhī jāntē haĩ prajāpitā brahmā hōkar gayā hai , uskō ādi dēv kahtē haĩ .

23They know that Prajapita Brahma existed in the past, which is why he is also called Adi Dev (The First Deity).

19Ādi dēvī jagat ambā , vah kaun hai  !

24Who then is Adi Devi Jagadamba (World Mother)?

20Yah bhī duniyā nahī̃ jāntī .

25No one in the world knows this.

21Jarūr brahmā key|kī mukh vaṅśhāvalī hī hōgī .

26She must definitely be a mouth-born creation of Brahma.

22Vah kōī brahmā key|kī strī nahī̃ ṭhaharī . 23Adopt kartē haĩ nā .

27Jagadamba is not Brahma's wife; she is adopted.

24Tum bachchō̃ kō bhī adopt kartē haĩ .

28You children are also adopted.

25Brāhmaṇō̃ kō dēvtā nahī̃ kahē̃gē .

29Brahmins cannot be called deities.

26Yahā̃ brahmā kā mandir hai , vah bhī manuṣhya hai nā .

30There is a temple to Brahma here. 31He too is a human being.

27Brahmā kē sāth sarasvatī bhī hai .

32Saraswati is with Brahma.

28Phir dēviyō̃ K|kē bhī mandir haĩ .

33Then, there are also temples to the goddesses.

29Sabhī yahā̃ K|kē hī manuṣhya haĩ nā .

34All of them are human beings of this time.

30Mandir ēk kā banā diyā hai .

35They have created a temple to only one.

31Prajāpitā key|kī tō ḍhēr prajā hōgī nā .

36Since there is Prajapita (Father of People), there must be many people.

32Ab ban rahī hai .

37They are now being created.

33Prajāpitā brahmā kā kul vr̥iddhi kō pā rahā hai .

38The clan of Prajapita Brahma is now increasing.

34Haĩ adopted dharm K|kē bachchē . 35Ab tumkō bēhad K|kē bāp nē dharm kā bachchā banāyā hai .

39You children are adopted; the unlimited Father has now adopted you.

36Brahmā bhī bēhad K|kē bāp kā bachchā ṭhaharā|ṭhahrā , inkō bhī varsā unsē miltā hai .

40Brahma too is a child of the unlimited Father. 41He too receives his inheritance from that One.

37Tum pōtrē pōtriyō̃ kō bhī varsā unsē miltā hai .

42You are grandsons and granddaughters who receive the inheritance from that One.

38Gyān tō kōī kē pās hai nahī̃ kyōṅki gyān kā sāgar ēk hai , vah bāp jab tak na āyē tab tak kiskī sadgati hōtī nahī̃ .

43No one has this knowledge because only the one Father is the Ocean of Knowledge. 44Until that Father comes, no one can attain salvation.

39Abhī tum bhakti sē gyān mē̃ āyē hō , sadgati kē liē .

45You have now left devotion and come into this knowledge in order to attain salvation.

40Satyug kō kahā jātā hai sadgati . 41Kaliyug kō durgati kahā jātā hai kyōṅki rāvaṇ kā rājya hai .

46The golden age is called salvation and the iron age is called degradation, because it is the kingdom of Ravan.

42Sadgati kō rāmrājya bhī kahtē haĩ . 43Sūryavanśhī bhī kahtē haĩ .

47Salvation is the kingdom of Rama; it is also called the sun dynasty.

44Yathārth nām sūryavanśhī , chandravanśhī hai .

48The accurate names are the sun dynasty and the moon dynasty.

45Bachchē jāntē haĩ ham hī sūryavanśhī kul K|kē thē , phir 84 janma liyē , yah knowledge kōī śhāstrō̃ mē̃ hō nahī̃ saktī kyōṅki śhāstra haĩ hī bhakti mārg kē liē .

49You children know that you first belonged to the sun-dynasty clan and that you took 84 births. 50This knowledge cannot be in any of the scriptures, because the scriptures belong to the path of devotion.

46Vah tō sab vināśh hō jāyēṅgē .

51All of that is to be destroyed.

47Yahā̃ sē jō saṅskār lē jāyēṅgē vahā̃ vah sab banānē lag paṛē̃gē .

52Those people will take the sanskars that they have and start creating those things there.

48Tumhārē mē̃ bhī saṅskār bharē jātē haĩ rājāī K|kē .

53You are being filled with the sanskars of ruling.

49Tum rājāī karē̃gē vah ( science-dān ) phir us rājāī mē̃ ākar , jō hunar sīkhtē haĩ vahī karē̃gē .

54You will rule there and those scientists will use the skills they have in that kingdom.

50Jāyēṅgē jarūr sūryavanśhī , chandravanśhī rājāī mē̃ .

55They will definitely go into the sun and moon dynasties.

51Unmē̃ hai sirph science key|kī knowledge . 52Vē|way uskē saṅskār lē jāyēṅgē . 53Vah bhī saṅskār haĩ .

56They simply have their knowledge of science and they will take the sanskars of that; those are also sanskars.

54Vah bhī purūṣhārth kartē haĩ , unkē pās|pass vah ilam ( vidyā ) hai .

57They are also making effort; they have that knowledge.

55Tumhārē pās|pass dūsrā kōī ilam nahī̃ hai .

58You do not have any other knowledge.

56Tum bāp sē rājāī lē̃gē .

59You are claiming the kingdom from the Father.

57Dhandhē ādi mē̃ tō vah saṅskār rahtē haĩ nā .

60Those in business, too, still have those sanskars.

58Kitnī khiṭpiṭ rahtī hai .

61There is so much conflict.

59Parantu jab tak vānaprasth avasthā nahī̃ huī hai tō gharbār key|kī sambhāl bhī karnī hai . 60Nahī̃ tō bachchō̃ key|kī kaun sambhāl karē̃gē .

62However, until you reach the stage of retirement, you have to take care of your households, otherwise, who else would look after your children?

61Yahā̃ tō nahī̃ ākar baiṭhē̃gē .

63They cannot come and stay here.

62Aisē kahtē haĩ jab is dhandhē mē̃ pūrī rīti lag jāyēṅgē phir vah chhūṭ saktā hai .

64You are told that when you become busy in doing this business, you can then be freed from all of that.

63Sāth mē̃ rachnā kō bhī jarūr sambhālnā paṛtā hai .

65However, together with this business, you also have to look after your creation.

64Hā̃ kōī achchhī rīti rūhānī service mē̃ lag jātē haĩ phir unsē jaisē dil uṭh jāyēgī .

66Yes, the hearts of those who become very busy in doing spiritual service then move away from other things.

65Samajhē̃gē jitnā time is rūhānī service mē̃ dēvē̃ , utnā achchhā hai .

67They will think, "The more time I give to this spiritual service, the better it will be."

66Bāp āyē haĩ patit sē pāvan bannē kā rāstā batānē , tō bachchō̃ kō bhī yahī service karnī hai .

68The Father has come to show you the way to change from impure to pure. 69Therefore, you children have to do this service.

67Har ēk kā hisāb dēkhā jātā hai .

70Each one's accounts are looked at.

68Bēhad kā bāp tō kēval patit sē pāvan bannē key|kī mat dētē haĩ , vah pāvan bannē kā hī rāstā batātē haĩ . 69Bākī yah dēkh-rēkh karnā , rāy dēnā inkā dhandhā hō jātā hai .

71The unlimited Father simply gives directions for you to change from impure to pure. 72He only shows you way to become pure, but this one’s business is to look after everything else and give advice, etc.

70Śhivbābā kahtē haĩ mērē sē kōī bāt dhandhē ādi key|kī nahī̃ pūchhnī hai .

73Shiv Baba says: Don’t ask Me for advice about your business, etc.

71Mērē kō tumnē bulāyā hai ki ākar patit sē pāvan banāō , tō ham in dvārā tumkō banā rahā hū̃ .

74You called out to Me to come and purify you, and I am doing that through this one.

72Yah bhī bāp hai , inkī mat par chalnā paṛē .

75He too is your father and you have to follow his directions.

73Unkī rūhānī mat , inkī jismānī .

76That One's directions are spiritual and this one's are physical.

74Inkē ūpar bhī kitnī responsibility rahtī hai .

77This one also has so much responsibility.

75Yah bhī kahtē rahtē haĩ ki bāp kā pharmān hai māmēkam yād karō .

78He also continues to say: Baba's directions are to remember Him constantly.

76Bāp key|kī mat par chalō .

79Follow the Father's directions.

77Bākī bachchō̃ kō kuchh bhī pūchhnā paṛtā hai , naukrī mē̃ kaisē chalē̃ , in bātō̃ kō yah sākār bābā achchhī tarah samjhā saktē haĩ , anubhavī haĩ , yah batātē rahē̃gē .

80However, if you children want to ask about how to carry on in your work, physical Baba can explain such things to you very well. 81He is experienced and can tell you everything about the way he does things.

78Aisē-aisē maĩ kartā hū̃ , inkō dēkh sīkhnā hai , yah sikhātē rahē̃gē kyōṅki yah hai sabsē āgē .

82You have to learn by watching him. 83He will continue to teach you, because he is ahead of everyone.

79Sab tūphān pahlē inkē pās|pass ātē haĩ isliē sabsē rūstam yah hai , tab tō ūñch pad bhī pātē haĩ .

84All the storms first come to him. 85This is why he is the most powerful of all and why he therefore claims the highest status.

80Māyā rūstam hō laṛtī hai .

86Maya too is powerful and battles with you.

81Isnē phaṭ sē sab kuchh chhōṛ diyā , inkā part thā .

87This one instantly renounced everything. 88That was in his part.

82Bābā nē insē yah karā diyā .

89Baba made him do that.

83Karankarāvanhār tō vah hai nā .

90That One is Karankaravanhar.

84Khuśhī sē chhōṛ diyā , sākṣhātkār hō gayā . 85Ab ham viśhva K|kē mālik bantē haĩ . 86Yah pāī paisē key|kī chīz ham kyā karē̃gē .

91This one renounced everything in happiness. 92He had a vision that he was to become the master of the world; therefore, what would he do with those things worth only a few pennies?

87Vināśh kā sākṣhātkār bhī karā diyā . 88Samajh gayē , is purānī duniyā kā vināśh hōnā hai .

93He was also given a vision of destruction, through which he understood that this old world was to be destroyed.

89Hamkō phir sē rājāī miltī hai tō phaṭ sē vah chhōṛ diyā .

94He understood that he was going to receive the kingdom once again, and so he instantly renounced all of that business.

90Ab tō bāp key|kī mat par chalnā hai .

95I now have to follow the Father's directions.

91Bāp kahtē haĩ mujhē yād karō .

96The Father says: Remember Me!

92Drama anusār bhaṭṭhī bannī thī .

97According to the drama, this bhatthi had to be created.

93Manuṣhya thōṛēhī samajhtē ki itnē yah sab kyō̃ bhāgē .

98People didn’t understand why all of you came running.

94Yah kōī sādhū sant tō nahī̃ . 95Yah tō simple hai , isnē kiskō bhagāyā bhī nahī̃ .

99This one is not a sage or a holy man; he is a simple person. 100He didn’t abduct anyone.

96Manuṣhya mātra key|kī mahimā kōī hai nahī̃ .

101The praise doesn’t belong to a human being.

97Mahimā hai tō ēk bāp key|kī . 98Bas .

102The praise only belongs to the one Father; that's all!

99Bāp hī ākar sabkō sukh dētē haĩ .

103Only the Father comes and grants everyone happiness.

100Tumsē bāt kartē haĩ .

104It is He who speaks to you.

101Tum yahā̃ kiskē pās|pass āyē hō  ?

105Whom have you come to?

102Tumhārī buddhi vahā̃ bhī jāyēgī , yahā̃ bhī kyōṅki jāntē hō śhivbābā rahnē vālā vahā̃ kā hai .

106Your intellects go up there and also here, because you know that Shiv Baba is the Resident of that place.

103Abhī inmē̃ āyē haĩ .

107He has now entered this one’s body.

104Bāp sē hamkō svarg kā varsā milnā hai .

108We receive the inheritance of heaven from the Father.

105Kaliyug kē bād jarūr svarg āyēgā .

109Heaven will definitely come after the iron age.

106Kr̥iṣhṇa bhī bāp sē varsā lēkar jāē rājāī kartē haĩ , ismē̃ charitra key|kī bāt hī nahī̃ .

110Krishna too receives the inheritance from the Father and goes and rules there. 111There is no question of divine activities in that.

107Jaisē rājā kē pās prince paidā hōtā hai , school mē̃ paṛhkar phir baṛā hōkar gaddī lēgā .

112It's just like a prince being born to a king. 113He studies at school and then receives the throne when he grows up.

108Ismē̃ mahimā vā charitra key|kī bāt nahī̃ .

114There is no question of praise or divine activity in that.

109Ūñch tē ūñch ēk bāp hī hai .

115Only the one Father is the Highest on High.

110Mahimā bhī unkī hōtī hai  !

116That praise too only belongs to Him alone.

111Yah bhī unkā parichay dētē haĩ .

117This one gives His introduction.

112Agar vah kahē maĩ kahtā hū̃ tō manuṣhya samajhē̃gē yah apnē liē kahtē haĩ .

118If I (Brahma) were to say that I am saying this, people would think that I am referring to myself.

113Yah bātē̃ tum bachchē samajhtē hō , bhagvān kō kabhī bhī manuṣhya nahī̃ kah saktē .

119Only you children understand that no human being can be called God.

114Vah tō ēk hī nirākār hai .

120Only the incorporeal One is God.

115Paramdhām mē̃ rahtē haĩ .

121He lives in the supreme abode.

116Tumhārī buddhi ūpar mē̃ bhī jātī hai phir nīchē bhī ātī hai .

122Your intellects go up above and come down here.

117Bābā dūrdēśh sē parāyē dēśh mē̃ ākar hamkō paṛhāē phir chalē jātē haĩ .

123Baba comes from the faraway land into this foreign land; He teaches us and then returns home.

118Khud kahtē haĩ - maĩ ātā hū̃ second mē̃ . 119Dērī nahī̃ lagtī hai .

124He Himself says: I come in a second; it doesn't take long.

120Ātmā bhī second mē̃ ēk śharīr chhōṛ dūsrē mē̃ jātī hai .

125Souls too leave their bodies and enter others in a second.

121Kōī dēkh na sakē .

126No one can see this.

122Ātmā bahut tīkhī hai .

127Souls are very fast.

123Gāyā bhī huā hai second mē̃ jīvanmukti .

128“Liberation in life in a second” is remembered.

124Rāvaṇ rājya kō jīvanbandh rājya kahē̃gē .

129The kingdom of Ravan is called the land of bondage, where it is a life of bondage.

125Bachchā paidā huā aur bāp kā varsā milā .

130When a son is born, he receives his father's inheritance.

126Tumnē bhī bāp kō pahchānā aur svarg K|kē mālik banē̃ phir usmē̃ number-vār martabē haĩ - purūṣhārth anusār .

131You have recognised the Father and are becoming the masters of the world. 132However, you receive a status, numberwise, according to the efforts you make.

127Bāp bahut achchhī rīti samjhātē rahtē haĩ , dō bāp haĩ - ēk laukik aur ēk pārlaukik .

133The Father continues to explain very clearly. 134There are two fathers: the one of this world and the One from beyond this world.

128Gātē bhī haĩ duḥkh mē̃ simraṇ sab karē , sukh mē̃ karē na kōī .

135People sing, “Everyone remembers God in times of sorrow but no one remembers Him in times of happiness.”

129Tum jāntē hō ham bhāratvāsiyō̃ kō jab sukh thā tō simraṇ nahī̃ kartē thē .

136You people of Bharat know that when you lived in happiness you didn’t remember Him.

130Phir hamnē 84 janma liē . 131Ātmā mē̃ khād paṛtī hai tō degree kam hōtī jātī hai . 13216 kalā sampūrṇ phir 2 kalā kam hō jātī hai .

137Whilst taking your 84 births, alloy was mixed into you souls and so your degrees reduced: from being 16 celestial degrees completely pure, you lost two degrees.

133Cum|kam pās|pass hōnē kāraṇ rām kō bāṇ dikhāyā hai .

138Because Rama passed with fewer marks, he has been portrayed with a bow and arrow.

134Bākī kōī dhanuṣh nahī̃ tōṛā hai .

139However, he didn't break a bow.

135Yah ēk niśhānī dē dī hai .

140They have just shown a symbol.

136Yah haĩ sab bhakti mārg key|kī bātē̃ .

141All of those aspects belong to the path of devotion.

137Bhakti mē̃ manuṣhya kitnā bhaṭaktē haĩ .

142People wander about so much in devotion.

138Ab tumkō gyān milā hai , tō bhaṭaknā band hō jātā hai .

143You have now received this knowledge. 144Therefore, your wandering has ended.

139 «  hē śhivbābā ' ' kahnā yah pukār kā śhabda hai .

145To say "O Shiv Baba!" means to call out.

140Tumkō hē śhabda nahī̃ kahnā hai .

146You mustn’t say such words.

141Bāp kō yād karnā hai .

147You must remember the Father.

142Chillāyā tō gōyā bhakti kā aṅśh ā gayā .

148If you cry out, it means you have a trace of devotion.

143Hē bhagvān kahnā bhī bhakti key|kī ādat hai .

149To say, "O God!" is also a devotional habit.

144Bābā nē thōṛēhī kahā hai - hē bhagvān kahkar yād karō .

150Baba hasn’t told you to remember Him by saying, "O God!"

145Antarmukh hō mujhē yād karō .

151He says: Become introverted and remember Me.

146Simraṇ bhī nahī̃ karnā hai .

152You must not continue to chant.

147Simraṇ bhī bhakti mārg kā akṣhar hai .

153The word “chanting” also belongs to the path of devotion.

148Tumkō bāp kā parichay milā , ab bāp key|kī śhrīmat par chalō .

154You have received the Father's introduction. 155Now follow the Father's shrimat.

149Aisē bāp kō yād karō jaisē laukik bachchē dēhdhārī bāp kō yād kartē haĩ .

156Remember the Father in the same way as a physical child remembers his physical father.

150Khud bhī dēh-abhimān mē̃ haĩ tō yād bhī dēhdhārī bāp kō kartē haĩ .

157He himself is body conscious and he remembers his bodily father.

151Pārlaukik bāp tō hai hī dēhī-abhimānī .

158The Father from beyond is soul conscious.

152Ismē̃ ātē haĩ tō bhī dēh-abhimānī nahī̃ hōtē .

159Even when He enters this one, He doesn't become body conscious.

153Kahtē haĩ hamnē yah loan liyā hai , tumkō gyān dēnē liē maĩ yah loan lētā hū̃ .

160He says: I take this body on loan. 161I have taken this body on loan in order to give you this knowledge.

154Gyān sāgar hū̃ parantu gyān kaisē dū̃ .

162I am the Ocean of Knowledge, but how can I give you this knowledge?

155Garbh mē̃ tō tum jātē hō , maĩ thōṛēhī garbh mē̃ jātā hū̃ .

163You enter a womb. 164I do not enter a womb.

156Mērī gati mat hī nyārī hai .

165My ways and means are unique.

157Bāp ismē̃ ātē haĩ . 158Yah bhī kōī nahī̃ jāntē .

166No one knows that the Father enters this one.

159Kahtē bhī haĩ brahmā dvārā sthāpanā . 160Parantu kaisē brahmā dvārā sthāpanā kartē haĩ  ?

167It is said: "Establishment through Brahma", but how is establishment carried out through Brahma?

161Kyā prērṇā dēgē  !

168Would He give him inspiration?

162Bāp kahtē haĩ maĩ sādhāraṇ tan mē̃ ātā hū̃ . 163Uskā nām brahmā rakhtā hū̃ kyōṅki sannyās kartē haĩ nā .

169The Father says: I enter an ordinary body and name him Brahma because he renounces everything.

164Tum bachchē jāntē hō abhī brāhmaṇō̃ key|kī mālā nahī̃ ban saktī kyōṅki ṭūṭtē rahtē haĩ .

170You children know that the rosary of Brahmins cannot be created at this time, because they (Brahmins) continue to break.

165Jab brāhmaṇ final ban jātē haĩ tab rūdra mālā bantī hai , phir viṣhṇu key|kī mālā mē̃ jātē haĩ .

171When you Brahmins are finally ready, the rosary of Rudra will be created. 172You will then go into the rosary of Vishnu.

166Mālā mē̃ ānē kē liē yād kī yātrā chāhiē .

173In order to go into that rosary, you need the pilgrimage of remembrance.

167Abhī tumhārī buddhi mē̃ hai ki ham sō pahlē-pahlē satōpradhān thē phir satō rajō tamō mē̃ ātē haĩ .

174It is now in your intellects that you were at first satopradhan and that you then went through the stages of sato, rajo and tamo.

168Ham sō kā bhī arth|earth hai nā .

175You understand the meaning of "Hum so, so hum".

169Ōm kā arth|earth alag hai , ōm mānā ātmā .

176The meaning of “Om” is different from that. 177“Om” means, “I, a soul”.

170Phir vahī ātmā kahtī hai ham sō dēvtā kṣhatriya . . . vō lōg phir kah dētē ham ātmā sō paramātmā .

178That soul then says: “I was a deity who became a warrior, etc.” 179However, those people (sannyasis) then say: “I, a soul, am the Supreme Soul.”

171Tumhārā ōm aur ham sō kā arth|earth bilkul alag hai .

180The meanings of "Om" and "Hum so" are completely different.

172Ham ātmā haĩ phir ātmā varṇō mē̃ ātī hai , ham ātmā sō pahlē dēvtā kṣhatriya bantē haĩ .

181“I am a soul and this soul goes through the different clans. 182I, a soul, first become a deity, and then a warrior etc.”

173Aisē nahī̃ ki ātmā sō paramātmā , gyān pūrā na hōnē K|kē kāraṇ arth|earth hī munjhā diyā hai .

183It isn't that each soul is the Supreme Soul. 184It is because they don’t have this full knowledge that they have confused the meanings.

174Aham brahmasmi kahtē haĩ , yah bhī wrong hai .

185They say: “I am the brahm element.” 186That too is wrong.

175Bāp kahtē haĩ maĩ rachnā kā mālik tō bantā nahī̃ .

187The Father says: I do not become the Master of creation.

176Is rachnā K|kē mālik tum hō .

188You are the masters of this creation.

177Viśhva K|kē bhī mālik tum bantē hō .

189You become the masters of the world.

178Brahm tō tatva hai .

190Brahm is just the element of light.

179Tum ātmā sō is rachnā K|kē mālik bantē hō .

191You souls become the masters of this creation.

180Abhī bāp sab vēdō̃ śhāstrō̃ kā yathārth arth|earth baiṭh sunātē haĩ .

192The Father now sits here and gives you the accurate meaning of the Vedas and scriptures.

181Abhī tō paṛhtē rahnā hai .

193Now continue to study.

182Bāp tumhē̃ naī-naī bātē̃ samjhātē rahtē haĩ .

194The Father continues to explain new things to you.

183Bhakti kyā kahtī hai , gyān kyā kahtā hai .

195What does devotion say and what does this knowledge say?

184Bhakti mārg mē̃ mandir banāyē , jap tap kiyē , paisā barbād kiyā .

196On the path of devotion, you built temples, did penance and tapasya and wasted your money.

185Tumhārē mandirō̃ kō bahutō̃ nē lūṭā hai .

197Many looted your temples.

186Yah bhī drama mē̃ part hai phir jarūr unhō̃ sē hī vāpas milnā hai .

198That too is part of the drama; you will receive everything back from them.

187Abhī dēkhō kitnā dē rahē haĩ .

199Just look how much they are giving you now.

188Din pratidin baṛhātē rahtē haĩ . 189Yah bhī lētē rahtē haĩ .

200Day by day, they continue to increase the amount and you (Bharat) continue to take it.

190Unhōnnē jitnā liyā hai utnā hī pūrā hisāb dēgē .

201They will return exactly what they took.

191Tumhārē paisē jō khāyē haĩ , vah hap nahī̃ kar saktē .

202They cannot digest the wealth that they took from you.

192Bhārat tō avināśhī khaṇḍ hai nā .

203The land of Bharat is imperishable.

193Bāp kā birth place hai .

204It is the Father's birthplace.

194Yahā̃ hī bāp ātē haĩ .

205The Father only comes here.

195Bāp K|kē khaṇḍ sē hī lē jātē haĩ tō vāpis dēnā paṛē .

206They take it from the Father's land; therefore, they have to return it.

196Samay par dēkhō kaisē miltā hai .

207Just look how you are being given it back at this time of need.

197Yah bātē̃ tum jāntē hō .

208You know about these things.

198Unkō thōṛēhī patā hai - vināśh kis samay āyēgā .

209They do not know when destruction will take place.

199Government bhī yah bātē̃ mānē̃gī nahī̃ .

210The Government doesn’t believe these things either.

200Drama mē̃ nūndh hai , karjā uṭhātē hī rahtē haĩ .

211This is fixed in the drama. 212They continue to incur debt.

201Return hō rahā hai .

213Everything is now being returned.

202Tum jāntē hō hamārī rājdhānī sē bahut paisē lē gayē haĩ , sō phir dē rahē haĩ .

214You know that they took a lot of wealth from your kingdom and that they are now returning it.

203Tumkō kōī bāt kā phikar nahī̃ hai .

215You do not have to be concerned about that.

204Phikar rahtā hai sirph bāp kō yād karnē kā .

216Just have the one concern of remembering the Father.

205Yād sē hī pāp bhasma hōṅgē .

217Only by having this remembrance will your sins be burnt away.

206Knowledge tō bahut sahaj hai .

218This knowledge is very easy.

207Ab jō jitnā purūṣhārth karē .

219Now, it all depends on how much effort each one of you makes.

208Śhrīmat tō miltī rahtī hai .

220You will continue to receive shrimat.

209Avināśhī surgeon sē her|har bāt mē̃ mat lēnī paṛē .

221You have to take directions from the eternal Surgeon in every aspect.

210Achchhā .

222Achcha.

211Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yādpyār aur good morning .

223To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

212Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

224The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

213Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

225Essence for dharna:

2141 ) jitnā time milē utnā time yah rūhānī dhandhā karnā hai .

226 1. Whatever time you have, use that time in doing spiritual business.

215Rūhānī dhandhē K|kē saṅskār ḍālnē haĩ .

227Imbibe the sanskars of doing spiritual business.

216Patitō̃ kō pāvan banānē key|kī service karnī hai .

228Do the service of purifying the impure.

2172 ) antarmukhī ban bāp kō yād karnā hai .

229 2. 230 3. Become introverted and remember the Father.

218Mukh sē hē śhabda nahī̃ nikālnā hai .

231Do not use the term "O God!"

219Jaisē bāp kō ahaṅkār nahī̃ , aisē nirahaṅkārī bannā hai .

232Just as the Father has no ego, so you too have to become egoless.

Blessing

220Vardān  : mansā saṅkalp vā vr̥itti dvārā śhrēṣhṭh vibrations key|kī khuśhbū phailānē vālē śhiv śhakti combined bhav

233Blessing: May you have a combined Shiv Shakti form and spread the fragrance of elevated vibrations with your attitude and the thoughts in your mind.

221Jaisē ājkal sthūl khuśhbū K|kē sādhanō̃ sē gulāb , chandan va bhinn-bhinn prakār key|kī khuśhbū phailātē haĩ aisē āp śhiv śhakti combined ban mansā saṅkalp va vr̥itti dvārā sukh-śhānti , prēm , ānand key|kī khuśhbū phailāō .

234 Nowadays, with the help of physical aids, they spread many types of fragrance, such as rose and sandalwood, into the atmosphere. 235In the same way, all of you have to have the combined form of Shiv and Shakti and spread the fragrances of happiness, peace, love and bliss with your attitude and the thoughts in your mind.

222Rōz amr̥itvēlē bhinn-bhinn śhrēṣhṭh vibration K|kē fountain K|kē māphik ātmāō̃ kē ūpar gulāvāśhī ḍālō .

236Every day at amrit vela, sprinkle like a fountain different elevated vibrations on all souls, as though you are using a rose water sprinkler.

223Sirph saṅkalp kā automatic switch on karō tō viśhva mē̃ jō aśhuddh vr̥ittiyō̃ key|kī badbū hai vah samāpt hō jāyēgī .

237Simply put on the automatic switch of your thoughts and finish the bad odour of impure attitudes in the world.

Slogan

224Slōgan  : sukhdātā dvārā sukh kā bhaṇḍār prāpt hōnā - yahī unkē pyār key|kī niśhānī hai .

238Slogan: Receiving a treasure store of happiness from the Bestower of Happiness is a sign of His love.

239*** Om Shanti ***

225Avyakt iśhārē - «  combined rūp key|kī smr̥iti sē sadā vijayī banō ' '

240Avyakt Signal: Remain constantly victorious with the awareness of the combined form.

226Jitnī śhaktiyō̃ key|kī śhakti hai utnī hī pāṇḍavō̃ key|kī bhī viśhāl śhakti hai isliē chaturbhuj rūp dikhāyā hai .

241Just as there is the power of the Shaktis, so too, there is just as much unlimited power of the Pandavas, and this is why the four-armed image has been portrayed.

227Śhaktiyā̃ aur pāṇḍav in dōnō̃ K|kē combined rūp sē hī viśhva sēvā K|kē kārya mē̃ saphaltā prāpt hōtī hai .

242It is only through the combined form of the Shaktis and the Pandavas that the task of world service is successful.

228Isliē sadā ēk dō K|kē sahyōgī bankar rahō . 229Jimmēvārī kā tāj sadā paṛā rahē .

243Therefore, constantly be co-operative with one another and constantly wear your crown of responsibility.