बुधवार 23 अप्रैल 2025 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
023-04-2025 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 23/04/25 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - ab nāṭak pūrā hōtā hai , vāpis ghar jānā hai , kaliyug ant kē bād phir satyug repeat hōgā , yah rāz sabhī kō samjhāō ' '
1Essence: Sweet children, this play is now coming to an end and you have to return home. 2When the iron age ends, the golden age repeats again. 3Explain these secrets to everyone.
Question
2Praśhna : ātmā part bajātē-bajātē thak gaī hai , thakāvaṭ kā mukhya kāraṇ kyā hai ?
4Question: What is the main reason why souls have become tired while playing their parts?
Answer
3Uttar : bahut bhakti key|kī , anēk mandir banāyē , paisā kharcha kiyā , dhakkē khātē-khātē satōpradhān ātmā tamōpradhān ban gaī .
5Answer: They have been performing a great deal of devotion. 6They have built many temples. 7They have spent a lot of wealth. 8By stumbling around, souls have become tamopradhan from satopradhan.
4Tamōpradhān hōnē K|kē kāraṇ hī duḥkhī huī .
9Because they have become tamopradhan, they are unhappy.
5Jab kisī bāt sē kōī taṅg hōtā hai tab thakāvaṭ hōtī hai .
10When people are distressed for one reason or another, they get tired.
6Abhī bāp āyē haĩ sab thakāvaṭ miṭānē .
11The Father has now come to remove all your tiredness.
Murli
7Ōm śhānti .
12Om shanti.
8Rūhānī bāp baiṭh bachchō̃ kō samjhātē haĩ , unkā nām kyā hai ?
13The spiritual Father sits here and explains to you children. 14What is His name?
9Śhiv .
15It is Shiva.
10Yahā̃ jō baiṭhē haĩ tō bachchō̃ kō achchhī rīti yād rahnā chāhiē .
16Since you children are sitting here, all of you should remember this very well.
11Is drama mē̃ jō sabkā part hai , vah ab pūrā hōtā hai .
17Everyone's part in this drama is now finishing.
12Nāṭak jab pūrā hōnē par hōtā hai tō sabhī actors samajhtē haĩ ki hamārā part ab pūrā hōtā hai . 13Ab jānā hai ghar .
18When a play is about to end, all the actors know that their parts are finishing and that they then have to go home.
14Tum bachchō̃ kō bhī bāp nē abhī samajh dī hai , yah samajh aur kōī mē̃ nahī̃ hai .
19The Father has also given you children understanding. 20No one else has this understanding.
15Abhī tumhē̃ bāp nē samajhdār banāyā hai .
21The Father has now made you sensible.
16Bachchē , ab nāṭak pūrā hōtā hai , ab phir nayēsir chakra śhurū hōnā hai .
22Children, this play is now coming to an end. 23Now, once again, the cycle has to start from the beginning.
17Naī duniyā mē̃ satyug thā .
24The golden age was in the new world.
18Abhī purānī duniyā mē̃ yah kaliyug kā ant hai .
25Now, in the old world, it is the end of the iron age.
19Yah bātē̃ tum hī jāntē hō , jinkō bāp milā hai .
26Only you, who have found the Father, know about these things.
20Nayē jō ātē haĩ tō unkō bhī yah samjhānā hai - ab nāṭak pūrā hōtā hai , kaliyug ant kē bād phir satyug repeat hōnā hai .
27You have to explain to new ones who come that this play is now coming to an end. 28After the end of the iron age, the golden age will once again start to repeat.
21Itnē sab jō haĩ unkō vāpis jānā hai apnē ghar .
29All souls here have to return home.
22Ab nāṭak pūrā hōtā hai , issē manuṣhya samajh lētē haĩ ki pralay hōtī hai .
30This play is now coming to an end; therefore, people believe that total annihilation takes place.
23Abhī tum jāntē hō purānī duniyā kā vināśh kaisē hōtā hai .
31You now know how the old world is destroyed.
24Bhārat tō avināśhī khaṇḍ hai , bāp bhī yahā̃ hī ātē haĩ .
32The land of Bharat is imperishable. 33The Father also comes here.
25Bākī aur sab khaṇḍ khalās hō jāyēṅgē .
34All other lands will be destroyed.
26Yah khyālāt aur kōī key|kī buddhi mē̃ ā nahī̃ saktē .
35These thoughts cannot enter anyone else's intellect.
27Bāp tum bachchō̃ kō samjhātē haĩ , ab nāṭak pūrā hōtā hai phir repeat karnā hai .
36The Father explains to you children: This play is now coming to an end. 37It then has to repeat.
28Āgē nāṭak kā nām bhī tumhārī buddhi mē̃ nahī̃ thā .
38Previously, the word “play” was not in your intellects.
29Kahnē mātra kahtē thē , yah sr̥iṣhṭi nāṭak hai , jismē̃ ham actors haĩ .
39We used to say for the sake of saying it that this is a world drama in which we are all actors.
30Āgē jab ham kahtē thē tō śharīr kō samajhtē thē .
40Previously, when we used to say this, we considered ourselves to be bodies.
31Ab bāp kahtē haĩ apnē kō ātmā samjhō aur bāp kō yād karō .
41The Father now says: Consider yourselves to be souls and remember the Father.
32Ab hamkō vāpis ghar jānā hai , vah hai sweet home .
42We now have to return home. 43That is a sweet home.
33Us nirākārī duniyā mē̃ ham ātmāyē̃ rahtī haĩ .
44We souls reside in that incorporeal world.
34Yah gyān kōī bhī manuṣhya mātra mē̃ nahī̃ hai .
45No human beings have this knowledge.
35Abhī tum saṅgam par hō .
46You are now at the confluence.
36Jāntē hō abhī hamkō vāpis jānā hai .
47You know that you now have to return home.
37Purānī duniyā khatm hō tō bhakti bhī khatm hō .
48When the old world ends, devotion too comes to an end.
38Pahlē-pahlē kaun ātē haĩ , kaisē yah dharm number-vār ātē haĩ , yah bātē̃ kōī śhāstrō̃ mē̃ nahī̃ haĩ .
49It is not mentioned in the scriptures who comes first or how the religions come, numberwise.
39Yah bāp naī bātē̃ samjhātē haĩ .
50The Father explains these new things to you.
40Yah aur kōī samjhā na sakē .
51No one else can explain them.
41Bāp bhī ēk hī bār ākar samjhātē haĩ .
52The Father only comes once to explain.
42Gyān sāgar bāp ātē hī ēk bār haĩ jabki naī duniyā kī sthāpanā , purānī duniyā kā vināśh karnā hai .
53The Father, the Ocean of Knowledge, only comes once when a new world has to be established and this old world destroyed.
43Bāp kī yād kē sāth yah chakra bhī buddhi mē̃ rahnā chāhiē .
54Together with having remembrance of the Father, you must also keep this cycle in your intellects.
44Ab nāṭak pūrā hōtā hai , ham jātē haĩ ghar .
55This play is now ending and we are to return home.
45Part bajātē-bajātē ham thak gayē haĩ .
56We have become tired while playing our parts.
46Paisā bhī kharcha kiyā , bhakti kartē-kartē ham satōpradhān sē tamōpradhān ban gayē haĩ .
57We spent a lot of money. 58While performing devotion, we became tamopradhan from satopradhan.
47Duniyā hī purānī hō gaī hai .
59The whole world has become old.
48Nāṭak purānā kahē̃gē ?
60Would you call the drama old?
49Nahī̃ . 50Nāṭak tō kabhī purānā hōtā nahī̃ .
61No; the drama never becomes old.
51Nāṭak tō nitya nayā hai .
62The drama is new each day.
52Yah chaltā hī rahtā hai .
63It constantly continues.
53Bākī duniyā purānī hōtī hai , ham actors tamōpradhān duḥkhī hō jātē haĩ , thak jātē haĩ .
64However, this world becomes old and the actors become tamopradhan, unhappy and tired.
54Satyug mē̃ thōṛēhī thakē̃gē .
65You will not get tired in the golden age.
55Kōī bāt mē̃ thaknē vā taṅg hōnē key|kī bāt nahī̃ .
66There is no question there of becoming tired or distressed about anything.
56Yahā̃ tō anēk prakār key|kī taṅgī dēkhnī paṛtī hai .
67Here, you have to see many types of distress.
57Tum jāntē hō yah purānī duniyā khatm hōnī hai .
68You know that this old world is to be destroyed.
58Sambandhī ādi kuchh bhī yād nahī̃ ānā chāhiē .
69Do not remember any of your relatives etc.
59Ēk bāp kō hī yād karnā chāhiē , jissē vikarma vināśh hōtē haĩ , vikarma vināśh hōnē kā aur kōī upāya nahī̃ hai .
70Only remember the one Father. 71By doing this, your sins will be absolved. 72There is no other way for sins to be absolved.
60Gītā mē̃ bhī manmanābhav akṣhar hai . 61Parantu arth|earth kōī samajh na sakē .
73The word 'Manmanabhav' is mentioned in the Gita, but no one understands the meaning of it.
62Bāp kahtē haĩ - mujhē yād karō aur varsē kō yād karō .
74The Father says: Remember Me and remember the inheritance.
63Tum viśhva K|kē vāris arthāt mālik thē .
75You were heirs of the world, that is, you were the masters.
64Abhī tum viśhva K|kē vāris ban rahē hō .
76You are now becoming those heirs of the world.
65Tō kitnī khuśhī hōnī chāhiē .
77Therefore, you should have so much happiness.
66Abhī tum kauṛī sē hīrē misal ban rahē hō .
78You are now changing from shells into diamonds.
67Yahā̃ tum āyē hī hō bāp sē varsā lēnē .
79You have come here to claim your inheritance from the Father.
68Tum jāntē hō jab kalāyē̃ kam hōtī haĩ tab phūlō̃ kā bagīchā murjhā jātā hai .
80You know that when your degrees decrease, the flowers of the garden begin to wilt.
69Abhī tum bantē hō garden of|off flower .
81You are now becoming a garden of flowers.
70Satyug garden hai tō kaisā sundar hai phir dhīrē-dhīrē kalā kam hōtī jātī hai .
82The golden age is a garden; it is so beautiful. 83Then, gradually, the degrees begin to decrease.
71Dō kalā kam huī , garden murjhā gayā .
84After a reduction of two degrees, the flowers in the garden wilt.
72Abhī tō kāṇṭō̃ kā jaṅgal hō gayā hai .
85It has now become a forest of thorns.
73Abhī tum jāntē hō duniyā kō kuchh bhī patā nahī̃ hai .
86You now know this. 87No one else in the world knows anything.
74Yah knowledge tumkō mil rahī hai . 75Yah hai naī duniyā kē liē naī knowledge .
88This knowledge that you are now receiving is new knowledge for that new world.
76Naī duniyā sthāpan hōtī hai .
89A new world is being established.
77Karnē vālā hai bāp .
90It is the Father who does this.
78Sr̥iṣhṭi kā rachayitā bāp hai .
91The Father is the Creator of the world.
79Yād bhī bāp kō hī kartē haĩ ki ākar heaven rachō .
92They remember the Father and call out to Him: Come and create heaven!
80Sukhdhām rachō tō jarūr duḥkhdhām kā vināśh hōgā nā .
93Create a land of happiness! 94Therefore, this land of sorrow will surely be destroyed.
81Bābā rōz-rōz samjhātē rahtē haĩ , uskō dhāraṇ kar phir samjhānā hai .
95Baba continues to explain every day. 96Imbibe these things and explain them to others.
82Pahlē-pahlē tō mukhya bāt samjhānī hai - hamārā bāp kaun hai , jissē varsā pānā hai .
97First of all, explain the main thing: Who our Father is and who we have to claim the inheritance from.
83Bhakti mārg mē̃ bhī god father kō yād kartē haĩ ki hamārē duḥkh harō sukh dō .
98People on the path of devotion remember God, the Father. 99They pray: Remove our sorrow and grant us happiness.
84Tō tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ bhī smr̥iti rahnī chāhiē .
100Therefore, you children should also keep this awareness in your intellects.
85School mē̃ students key|kī buddhi mē̃ knowledge rahtī hai , na ki ghar bār .
101Students at school keep knowledge, not household matters, in their intellects.
86Student life mē̃ dhandhē-dhōrī key|kī bāt rahtī nahī̃ . 87Study hī yād rahtī hai .
102There aren't any business matters in a student life; only their studies are remembered.
88Yahā̃ tō phir karma kartē , gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē , bāp kahtē haĩ yah study karō .
103Here, whilst doing everything and living at home with your families, you are told by the Father to study this.
89Aisē nahī̃ kahtē ki sanyāsiyō̃ K|kē muāphik gharbār chhōṛō .
104He doesn't say that you must leave your homes and families like sannyasis.
90Yah hai hī rājyōg . 91Yah pravr̥itti mārg hai .
105This is Raja Yoga; the household path.
92Sanyāsiyō̃ kō bhī tum kah saktē hō ki tumhārā hai haṭhyōg . 93Tum gharbār chhōṛtē hō , yahā̃ vah bāt nahī̃ hai .
106You can also tell the sannyasis that theirs is hatha yoga; they renounce their homes. 107It isn’t like that here.
94Yah duniyā hī kaisī gandī hai .
108This world is so dirty!
95Kyā lagā paṛā hai ! 96Garīb ādi kaisē rahē paṛē haĩ .
109Look what's in it and how the poor people live.
97Dēkhnē sē hī naphrat ātī hai .
110There is distaste on seeing that.
98Bāhar sē jō visitor ādi ātē haĩ unhō̃ kō tō achchhē-achchhē sthān dikhātē haĩ , garīb ādi kaisē gand mē̃ rahē paṛē haĩ , vah thōṛēhī dikhātē haĩ .
111All the visitors who come from abroad are shown very good places. 112They aren't shown how the poor have to live in those filthy places.
99Yah tō hai hī nark parantu unmē̃ bhī fark tō bahut hai nā . 100Sāhūkār lōg kahā̃ rahtē haĩ , garīb kahā̃ rahtē haĩ , karmō̃ kā hisāb hai nā .
113This is hell. 114However, there is a great deal of difference between the places where the rich live and the places where the poor live. 115All of that is on account of their karma.
101Satyug mē̃ aisī gandgī hō nahī̃ saktī .
116There cannot be such filth in the golden age.
102Vahā̃ bhī phark tō rahtā hai nā .
117There are differences there too.
103Kōī sōnē K|kē mahal banāyēṅgē , kōī chāndī K|kē , kōī īṭō̃ K|kē .
118Some will build palaces of gold, some of silver and some of bricks.
104Yahā̃ tō kitnē khaṇḍ haĩ . 105Ēk Europe khaṇḍ hī kitnā baṛā hai .
119Here, there are so many lands; even Europe is so large.
106Vahā̃ tō sirph ham hī hōṅgē .
120There, it will only be us.
107Yah bhī buddhi mē̃ rahē tō harṣhitmukh avasthā hō .
121Just by keeping this much in your intellects, your stage will remain very cheerful.
108Student key|kī buddhi mē̃ study hī yād rahtī hai - bāp aur varsā .
122You students only keep this study of the Father and the inheritance in your intellects.
109Yah tō samjhāyā hai bākī thōṛā samay hai .
123It has been explained to you that very little time remains.
110Vah tō kah dētē lākhō̃-hazārō̃ varṣh .
124Those people speak of hundreds of thousands of years.
111Yahā̃ tō bāt hī 5 hazār varṣh kī hai .
125Here, it is a matter of 5000 years.
112Tum bachchē samajh saktē hō abhī hamārē rājdhānī key|kī sthāpanā hō rahī hai . 113Bākī sārī duniyā khatm hōnī hai .
126You children can understand that your kingdom is now being established and that the rest of the world will be destroyed.
114Yah paṛhāī hai nā .
127This is a study.
115Buddhi mē̃ yah yād rahē ham student haĩ , hamkō bhagvān paṛhātē haĩ . 116Tō bhī kitnī khuśhī rahē .
128If your intellects remember that you are students and that God is teaching you, you will also have a lot of happiness.
117Yah kyō̃ bhūl jātā hai !
129Why do you forget this?
118Māyā baṛī prabal hai , vah bhulā dētī hai .
130Maya is very powerful. 131She makes you forget even this.
119School mē̃ sab students paṛh rahē haĩ .
132All of you are students studying in this school.
120Sabhī jāntē haĩ ki hamkō bhagvān paṛhātē haĩ , vahā̃ tō anēk prakār key|kī vidyā paṛhāī jātī hai . 121Anēk teachers hōtē haĩ . 122Yahā̃ tō ēk hī teacher hai , ēk hī study hai .
133All of you know that God is teaching you. 134At other schools, you are taught many different kinds of knowledge and there are many teachers, whereas here, there is only the one Teacher and only this one study.
123Bākī nāyab teachers tō jarūr chāhiē .
135However, assistant teachers are definitely needed.
124School hai ēk , bākī sab branches haĩ , paṛhānē vālā ēk bāp hai .
136There is only the one school. 137All the rest are its branches. 138Only the one Father teaches us.
125Bāp ākar sabhī kō sukh dētē haĩ .
139The Father comes here and gives happiness to everyone.
126Tum jāntē hō - ādhākalp ham sukhī rahē̃gē .
140You know that you will remain happy for half a cycle.
127Tō yah bhī khuśhī rahnī chāhiē , śhivbābā hamkō paṛhātē haĩ . 128Śhivbābā rachnā rachtē hī haĩ svarg key|kī .
141Therefore, you should have the happiness that Shiv Baba is teaching us and that He is creating the creation of heaven.
129Ham svarg kā mālik bannē liē paṛhtē haĩ .
142We are studying to become the masters of that heaven.
130Kitnī khuśhī andar mē̃ rahnī chāhiē .
143You should have so much happiness inside you.
131Vah student bhī khātē pītē sab kuchh ghar kā kām ādi kartē haĩ .
144Students outside have to prepare their food to eat and drink and also do all their housework.
132Hā̃ , kōī hostel mē̃ rahtē haĩ ki jāstī paṛhāī mē̃ dhyān rahēgā .
145Yes, some do stay in hostels so that they can pay more attention to their studies.
133Service karnē kē liē bachchiyā̃ bāhar mē̃ rahtī haĩ .
146Some daughters live outside in order to do service.
134Kaisē-kaisē manuṣhya ātē haĩ .
147Many types of people go there.
135Yahā̃ tō tum kitnē safe baiṭhē hō . 136Kōī andar ghus na sakē .
148Here, you are sitting so safely; no one can force his way in.
137Yahā̃ kōī kā saṅg nahī̃ .
149You do not have anyone else's company here.
138Patit sē bāt karnē key|kī darkār nahī̃ .
150You don’t have to talk to impure ones.
139Tumkō kōī kā mũh dēkhnē key|kī bhī darkār nahī̃ hai .
151You don’t have to see anyone's face.
140Phir bhī bāhar rahnē vālē tīkhē chalē jātē haĩ .
152Nevertheless, those who live outside are able to go faster.
141Kaisā wonder hai , bāhar rahnē vālē kitnō̃ kō paṛhākar , āp samān banākar aur lē ātē haĩ .
153It is such a wonder that those who live outside teach many others and make them similar to themselves and bring them here.
142Bābā samāchār pūchhtē haĩ - kaisē patient kō lē āyē hō , kōī bahut kharāb patient hai tō unkō 7 rōz bhaṭṭhī mē̃ rakhā jātā hai .
154Baba asks what news they have. 155What kind of patients have you brought? 156Some are such sick patients that they have to be kept in a bhatthi for seven days.
143Yahā̃ kōī bhī śhūdra kō nahī̃ lē ānā hai .
157You must not bring any shudras here.
144Yah madhuban hai jaisē ki tum brāhmaṇō̃ kā ēk gānv .
158This Madhuban is like a village of you Brahmins.
145Yahā̃ bāp tum bachchō̃ kō baiṭh samjhātē haĩ , viśhva kā mālik banātē haĩ .
159The Father sits here and explains to you children. 160He makes you into the masters of the world.
146Kōī śhūdra kō lē āyēṅgē tō vah vibration kharāb karēgā .
161Any shudras you bring here would spoil the vibrations.
147Tum bachchō̃ key|kī chalan bhī bahut royal chāhiē .
162The activity and behaviour of you children have to be very royal.
148Āgē chal tumkō bahut sākṣhātkār hōtē rahē̃gē - vahā̃ kyā-kyā hōgā . 149Jānvar bhī kaisē achchhē-achchhē hōṅgē .
163As you go further, you will have many visions of what will happen there, of how even animals there will be very good.
150Sab achchhī chījē̃ hōṅgī .
164Everything will be very good.
151Satyug key|kī kōī chīz yahā̃ hō na sakē . 152Vahā̃ phir yahā̃ key|kī chīz hō na sakē .
165Nothing of the golden age exists here and nothing of here can exist there.
153Tumhārī buddhi mē̃ hai ham svarg kē liē imtahān pās|pass kar rahē haĩ .
166It is in your intellects that you are passing the exams to go to heaven.
154Jitnā paṛhē̃gē aur phir paṛhāyēṅgē . 155Teacher ban aurō̃ kō rāstā batātē haĩ .
167To the extent that you study, you must accordingly become teachers and show the path to others.
156Sab teachers haĩ .
168All of you are teachers.
157Sabkō teach karnā hai .
169You have to teach everyone.
158Pahlē-pahlē tō bāp key|kī pahchān dē batlānā hai ki bāp sē yah varsā miltā hai .
170First of all, you have to give them the introduction of the Father and tell them about the inheritance that you receive from the Father.
159Gītā bāp nē sunāī hai .
171The Father spoke the Gita.
160Yah prajāpitā brahmā hai tō brāhmaṇ bhī yahā̃ chāhiē .
172There is Prajapita Brahma, so there must also be Brahmins here.
161Brahmā bhī śhivbābā sē paṛhtē rahtē haĩ .
173Brahma too continues to study with Shiv Baba.
162Tum abhī paṛhtē hō viṣhṇupurī mē̃ jānē kē liē .
174You are now studying in order to go to the land of Vishnu.
163Yah hai tumhārā alaukik ghar .
175That is your alokik home.
164Laukik , pārlaukik aur phir alaukik .
176There is the lokik, the parlokik and then the alokik.
165Naī bāt hai nā .
177These things are new.
166Bhakti mārg mē̃ kabhī brahmā kō yād nahī̃ kartē .
178People on the path of devotion never remember Brahma.
167Brahmā bābā kiskō kahnē ātā nahī̃ .
179No one even knows how to say "Brahma Baba".
168Śhivbābā kō yād kartē haĩ ki duḥkh sē chhuṛāō .
180They remember Shiv Baba and pray: Liberate us from sorrow!
169Vah hai pārlaukik bāp , yah phir hai alaukik .
181He is the parlokik Father and this one is the alokik father.
170Inkō tum sūkṣhmavatan mē̃ bhī dēkhtē hō . 171Phir yahā̃ bhī dēkhtē hō .
182You see this one in the subtle region and also here.
172Laukik bāp tō yahā̃ dēkhnē mē̃ ātā hai , pārlaukik bāp tō parlōk mē̃ hī dēkh saktē .
183A lokik father is only seen here in this world, whereas the parlokik Father is only seen in the world beyond.
173Yah phir hai alaukik wonderful bāp .
184This is then the alokik, wonderful father.
174Is alaukik bāp kō samajhnē mē̃ hī mūnjhtē haĩ .
185People become confused in trying to understand about this alokik father.
175Śhivbābā kē liē tō kahē̃gē nirākār hai .
186Shiv Baba is called the Incorporeal.
176Tum kahē̃gē vah bindī hai .
187You say that He is a point of light.
177Vah karkē akhaṇḍ jyōti vā brahm kah dētē haĩ .
188People say that He is the eternal light or the brahm element.
178Anēk mat haĩ . 179Tumhārī tō ēk hī mat hai .
189They have many various ideas, whereas you only have one direction.
180Ēk dvārā bāp nē mat dēnā śhurū key|kī phir vr̥iddhi kitnī hōtī hai .
190The Father started giving directions through this one. 191Then, there was so much expansion.
181Tō tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ yah rahnā chāhiē - hamkō śhivbābā paṛhā rahē haĩ .
192Therefore, it should be in the intellects of you children that Shiv Baba is teaching you.
182Patit sē pāvan banā rahē haĩ .
193He is making you pure from impure.
183Rāvaṇ rājya mē̃ jarūr patit tamōpradhān bannā hī hai .
194In the kingdom of Ravan, you definitely had to become impure and tamopradhan.
184Nām hī hai patit duniyā .
195The very name is the impure world.
185Sab duḥkhī bhī haĩ tab tō bāp kō yād kartē haĩ ki bābā hamārē duḥkh dūr kar hamkō sukh dō .
196Because everyone is unhappy, they remember the Father and says: Baba, remove our sorrow and grant us happiness!
186Sab bachchō̃ kā bāp ēk hī hai .
197There is the one Father of all the children.
187Vah tō sabkō sukh dēgē nā .
198He would only give happiness to everyone.
188Naī duniyā mē̃ tō sukh hī sukh hai .
199In that new world, there is nothing but happiness for you.
189Bākī sab śhāntidhām mē̃ rahtē haĩ .
200Everyone else stays in the land of peace.
190Yah buddhi mē̃ rahnā chāhiē - abhī ham jāyēṅgē śhānti-dhām .
201Let it remain in your intellects that you are now to go to the land of peace.
191Jitnā najdīk ātē jāyēṅgē tō āj key|kī duniyā kyā hai , kal key|kī duniyā kyā hōgī , sab dēkhtē rahē̃gē .
202As the time comes closer, you will be able to see what the world of today is and what the world of tomorrow will be; you will see everything.
192Svarg kī bādśhāhī najdīk dēkhtē rahē̃gē .
203You will see the kingdom of heaven coming closer.
193Tō bachchō̃ kō mukhya bāt samjhātē haĩ - buddhi mē̃ yah yād rahē ki ham school mē̃ baiṭhē haĩ .
204Therefore, the main thing that is explained to you children is: Let your intellects remember that you are sitting in a school.
194Śhivbābā is rath par savār hō āyē haĩ hamkō paṛhānē .
205Shiv Baba has come and is teaching us whilst riding in this chariot.
195Yah bhāgīrath hai .
206This one is the Lucky Chariot.
196Bāp āyēṅgē bhī jarūr ēk bār .
207The Father would also definitely only come once.
197Bhāgīrath kā nām kyā hai , yah bhī kiskō patā nahī̃ hai .
208No one knows what the name "Lucky Chariot" means.
198Yahā̃ tum bachchē jab bāp K|kē sammukh baiṭhtē hō tō buddhi mē̃ yād rahē ki bābā āyā huā hai - hamkō sr̥iṣhṭi chakra kā rāz batā rahē haĩ .
209When you children sit here personally in front of the Father, your intellects should remember that Baba has come. 210He is telling us the secrets of the world cycle.
199Abhī nāṭak pūrā hōtā hai , ab hamkō jānā hai .
211The play is now coming to an end and we have to return home.
200Yah buddhi mē̃ rakhnā kitnā sahaj hai parantu yah bhī yād kar nahī̃ saktē .
212To keep this in one’s intellect is very easy, but some of you are not even able to remember this.
201Abhī chakra pūrā hōtā hai , ab hamkō jānā hai phir naī duniyā mē̃ ākar part bajānā hai , phir hamārē bād phalānē-phalānē āyēṅgē .
213The cycle is now ending; we now have to return home. 214We will then go to that new world and play our parts. 215Then, after us, so-and-so will come.
202Tum jāntē hō yah chakra sārā kaisē phirtā hai . 203Duniyā vr̥iddhi kō kaisē pātī hai .
216You know how the whole cycle turns and how the world population grows.
204Naī sē purānī phir purānī sē naī hōtī hai .
217It changes from new to old and then from old to new.
205Vināśh kē liē taiyāriyā̃ bhī dēkh rahē hō .
218You can also see the preparations for destruction.
206Natural calamities bhī hōnī hai .
219There will be natural calamities too.
207Itnē bombs banākar rakhē haĩ tō kām mē̃ tō ānē haĩ nā .
220All the many bombs that have been made will definitely be used.
208Bombs sē hī itnā kām hōgā jō phir manuṣhyō̃ K|kē laṛāī kī darkār nahī̃ rahēgī .
221So much damage will be caused by the bombs that there will be no need for human beings to battle.
209Laśhkar kō phir chhōṛtē jāyēṅgē . 210Bombs phēṅktē jāyēṅgē .
222Soldiers will be released from the army and bombs will continue to be dropped.
211Phir itnē sab manuṣhya naukrī sē chhūṭ jāyēṅgē tō bhūkh marē̃gē nā .
223Therefore, all of those people dismissed from their employment will starve to death.
212Yah sab hōnē kā hai .
224All of that is to happen.
213Phir sipāhī ādi kyā karē̃gē .
225What will the soldiers do then?
214Earthquake hōtī rahēgī , bombs girtē rahē̃gē .
226There will be earthquakes. 227Bombs will continue to be dropped.
215Ēk-dō kō mārtē rahē̃gē .
228People will continue to kill one another.
216Khūnē-nāhēk khēl tō hōnā hai nā .
229There has to be bloodshed without cause.
217Tō yahā̃ jab ākar baiṭhtē hō tō in bātō̃ mē̃ ramaṇ karnā chāhiē .
230Therefore, when you come and sit here, think about all of these aspects.
218Śhāntidhām , sukhdhām kō yād kartē rahō .
231Continue to remember the land of peace and the land of happiness.
219Dil sē pūchhō hamkō kyā yād paṛtā hai .
232Ask your heart: What am I remembering?
220Agar bāp kī yād nahī̃ hai tō jarūr buddhi kahā̃ bhaṭaktī hai .
233If you aren't having remembrance of the Father, your intellect must definitely be wandering elsewhere.
221Vikarma bhī vināśh nahī̃ hōṅgē , pad bhī kam hō jāyēgā .
234Your sins won't be absolved by your doing that. 235Your status too will be reduced.
222Achchhā , bāp kī yād nahī̃ ṭhahartī tō chakra kā simraṇ karō tō bhī khuśhī chaṛhē .
236Achcha, if you aren't able to remember the Father, think about the cycle. 237Then happiness will rise.
223Parantu śhrīmat par nahī̃ chaltē , service nahī̃ kartē tō bāpdādā key|kī dil par bhī nahī̃ chaṛh saktē .
238However, if you don't follow shrimat, if you don't do service, you aren't able to sit in BapDada's heart.
224Service nahī̃ kartē tō bahutō̃ kō taṅg kartē rahtē haĩ .
239If you aren't doing service, you would be causing distress for many others.
225Kōī tō bahutō̃ kō āpsamān banāē aur bāp kē pās lē ātē haĩ .
240Some make many others similar to themselves and bring them to the Father.
226Tō bābā dēkhkar khuśh hōtē haĩ .
241Therefore, Baba becomes very pleased to see them.
227Achchhā !
242Achcha.
228Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
243To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
229Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
244The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
230Dhārṇā kē liē mukhya sār :
245Essence for dharna:
2311 ) sadā harṣhit rahnē kē liē buddhi mē̃ paṛhāī aur paṛhānē vālē bāp kī yād rahē .
246 1. In order to remain constantly cheerful, keep this study and the Father who is teaching it to you in your intellect.
232Khātē pītē sab kām kartē paṛhāī par pūrā dhyān dēnā hai .
247While eating, drinking and doing everything, pay full attention to this study.
2332 ) bāpdādā key|kī dil par chaṛhnē kē liē śhrīmat par bahutō̃ kō āp samān banānē key|kī service karnī hai .
248 2. In order to sit in BapDada’s heart, follow shrimat and do the service of making many others similar to yourself.
234Kisī kō bhī taṅg nahī̃ karnā hai .
249Don't cause distress for anyone.
Blessing
235Vardān : aśharīrī pan K|kē injection dvārā man kō control karnē vālē ēkāgrachitt bhav
250Blessing: May you be able to control your mind and concentrate with an injection of bodilessness.
236Jaisē ājkal agar kōī control mē̃ nahī̃ ātā hai , bahut taṅg kartā hai , uchhaltā hai yā pāgal hō jātā hai tō unkō aisā injection lagā dētē haĩ jō vah śhānt hō jāē .
251 Nowadays, if someone goes out of control, if he causes a lot of trouble, jumps around or goes crazy, he is given an injection to quieten him down.
237Aisē agar saṅkalp śhakti āpkē control mē̃ nahī̃ ātī tō aśharīrīpan kā injection lagā dō .
252In the same way, if your power of thought is not under your control, give yourself an injection of bodilessness.
238Phir saṅkalp śhakti vyarth nahī̃ uchhalēgī .
253Your power of thought will not then jumps around.
239Sahaj ēkāgrachit hō jāyēṅgē .
254You will easily be able to concentrate.
240Lēkin yadi buddhi key|kī lagām bāp kō dēkar phir lē lētē hō tō man vyarth key|kī mēhnat mē̃ ḍāl dētā hai .
255However, if you give the reins of your intellect to the Father, but then take them back, your mind would create unnecessary, hard work.
241Ab vyarth key|kī mēhnat sē chhūṭ jāō .
256Now, become free from unnecessary, hard work.
Slogan
242Slōgan : apnē pūrvaz svarūp kō smr̥iti mē̃ rakh sarv ātmāō̃ par rahm karō .
257Slogan: Keep your ancestor form in your awareness and have mercy for all souls.
258*** Om Shanti ***
243Avyakt iśhārē - « combined rūp key|kī smr̥iti sē sadā vijayī banō ' '
259Avyakt Signal: Remain constantly victorious with the awareness of the combined form.
244Jaisē śharīr aur ātmā dōnō̃ combined hōkar karma kar rahī haĩ , aisē karma aur yōg dōnō̃ combined hō̃ .
260Just as the soul and the body perform actions while combined, in the same way, both karma and yoga are combined.
245Karma kartē yād na bhūlē aur yād mē̃ rahtē karma na bhūlē kyōṅki āpkā title hī hai karmayōgī .
261While performing actions, do not forget remembrance and while staying in remembrance, do not forget karma because your title is a karma yogi.
246Karma kartē yād mē̃ rahnē vālē sadā nyārē aur pyārē hōṅgē , halkē hōṅgē .
262Those who stay in remembrance while performing actions remain constantly detached and loving; they remain light.
247Knowledgeful K|kē sāth-sāth powerful stage par rahō .
263Together with being knowledge-full, also be in a powerful stage.
248Knowledgeful aur powerful yah dōnō̃ stage combined hō̃ tab sthāpanā kā kārya tīvragati sē hōgā .
264Let both the stages of being knowledge-full and powerful be combined and the work of establishment will take place at a fast speed.