मंगलवार 3 जून 2025 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

003-06-2025 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

0 03/06/25 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - ab tum nayē sambandh mē̃ jā rahē hō , isliē yahā̃ K|kē karmbandhanī sambandhō̃ kō bhūl , karmātīt bannē kā puruṣhārth karō ' '

1Essence: Sweet children, you are now going into new relationships. 2Therefore, forget all your relationships here that are based on karmic bondages and make effort to become karmateet.

Question

2Praśhna  : bāp kin bachchō̃ key|kī vāh-vāh kartē haĩ  ?

3Question: Which children does the Father praise?

3Sabsē adhik pyār kinhō̃ kō dētē haĩ  ?

4To which children does He give the most love?

Answer

4Uttar  : bābā garīb bachchō̃ key|kī vāh-vāh kartē haĩ , vāh garībī vāh  !

5Answer: Baba sings praise of His poor children, “This poverty is so wonderful.”

5Ārām sē dō rōṭī khānā hai , habach ( lālach ) nahī̃ .

6Don’t become greedy but remain comfortable; just eat two chapattis.

6Garīb bachchē bāp kō pyār sē yād kartē haĩ .

7The poor children remember the Father with a lot of love.

7Bābā anpaṛhē bachchō̃ kō dēkh khuśh hōtē haĩ kyōṅki unhē̃ paṛhā huā bhūlnē key|kī mēhnat nahī̃ karnī paṛtī hai .

8Baba is pleased to see the uneducated children because they don’t have to make effort to forget what they have studied.

Murli

8Ōm śhānti .

9Om shanti.

9Ab bāp kō bachchō̃ kē prati rōz-rōz bōlnē key|kī darkār nahī̃ rahtī ki apnē kō ātmā samjhō .

10The Father doesn’t need to tell you children every day to consider yourselves to be souls.

10Ātma-abhimānī bhav athavā dēhī-abhimānī bhav … akṣhar hai tō vahī nā .

11“May you be soul conscious,” means, “May you remain in the awareness of being bodiless.” 12These words mean the same thing.

11Bāp kahtē haĩ apnē kō ātmā samjhō .

13The Father says: Consider yourselves to be souls.

12Ātmā mē̃ hī 84 janmō̃ kā part bharā huā hai .

14A part of 84 births is recorded in each of you souls.

13Ēk śharīr liyā , part bajāyā phir śharīr khalās hō jātā hai .

15You souls take bodies, play your parts and then your bodies perish.

14Ātmā tō avināśhī hai .

16Souls are imperishable.

15Tum bachchō̃ kō yah gyān abhī hī miltā hai aur kōī kō in bātō̃ kā patā nahī̃ hai .

17It is only now that you children receive this knowledge. 18No one else knows about these things.

16Ab bāp kahtē haĩ - kōśhiśh kar jitnā hō sakē bāp kō yād karō .

19The Father says: Now try to remember the Father as much as possible.

17Dhandhēdhōrī mē̃ lag jānē sē tō itnī yād nahī̃ ṭhahartī .

20When you are busy in your business, you don’t have that much remembrance.

18Gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahkar kamal fool|phūl samān pavitra bannā hai .

21Stay at home with your family but live as pure as a lotus flower and remember Me as much as possible.

19Phir jitnā hō sakē mujhē yād karō . 20Aisē nahī̃ ki hamkō nēṣhṭhā mē̃ baiṭhnā hai .

22It isn’t that you only have to sit here for meditation that is especially conducted.

21Nēṣhṭhā akṣhar bhī wrong hai .

23The words “conducted meditation” are wrong.

22Vāstav mē̃ hai hī yād .

24In fact, it is just remembrance.

23Kahā̃ bhī baiṭhē hō , bāp kō yād karō .

25No matter where you are sitting, remember the Father.

24Māyā K|kē tūphān tō bahut āyēṅgē .

26Many storms of Maya will come.

25Kōī kō kyā yād āyēgā , kōī kō kyā .

27Some will remember one thing and others will remember something else.

26Tūphān āyēṅgē jarūr phir us samay unkō miṭānā paṛtā hai ki na āyē̃ .

28Storms will definitely come. 29Therefore, at that time, you have to chase them away so that they don’t come.

27Yahā̃ baiṭhē-baiṭhē bhī māyā bahut taṅg kartī rahēgī .

30Even whilst you sit here, Maya continues to harass you a great deal.

28Yahī tō yuddha hai .

31This is a battle.

29Jitnē halkē hōṅgē utnē bandhan kam hōṅgē .

32The lighter you remain, the less your bondages will be.

30Pahlē tō ātmā nirbandhan hai , jab janm lētī tō mā̃-bāp mē̃ buddhi jātī hai phir strī kō adopt kartē haĩ , jō chīz sāmnē nahī̃ thī vah sāmnē ā jātī , phir bachchē paidā hōṅgē tō unkī yād baṛhēgī .

33At first, you souls are free from bondage. 34When you take birth, your intellects are drawn to your parents. 35Then a partner is adopted. 36Things that weren’t there before now start to appear in front of you. 37Then children are born and remembrance of them increases.

31Ab tum sabkō yah bhūl jānā hai , ēk bāp kō hī yād karnā hai , isliē hī bāp key|kī mahimā hai .

38All of them now have to be forgotten. 39Only the one Father must be remembered. 40This is why the Father is praised.

32Tumhārā māt-pitā ādi sab kuchh vahī hai , unkō hī yād karō .

41He is your Mother, your Father etc.; He is everything to you. 42Remember Him alone!

33Vah tumkō bhaviṣhya kē liē sab kuchh nayā dētē haĩ .

43Everything that He gives you for the future is new.

34Nayē sambandh mē̃ lē ātē haĩ .

44He also sends you into new relationships.

35Sambandh tō vahā̃ bhī hōgā nā .

45There will be relationships there too.

36Aisē tō nahī̃ ki kōī pralay hō jātī hai .

46It isn’t that there will be annihilation.

37Tum ēk śharīr chhōṛ phir dūsrā lētē hō .

47You shed your bodies and take others.

38Jō bahut achchhē-achchhē haĩ vah jarūr ūñch kul mē̃ janma lē̃gē .

48Those who have been very good will definitely take birth in an elevated family.

39Tum paṛhtē hī hō bhaviṣhya 21 janm kē liē .

49You are studying now for your future 21 births.

40Paṛhāī pūrī huī aur prālabdh śhurū hōgī .

50Your studies will end and your reward will start.

41School mē̃ paṛhkar transfer hōtē haĩ nā .

51In a school, they study and are then transferred.

42Tum bhī transfer hōnē vālē hō - śhāntidhām phir sukh-dhām mē̃ .

52You too are going to be transferred, first to the land of peace and then to a land of happiness.

43Is chhī-chhī duniyā sē chhūṭ jāyēṅgē .

53You will be liberated from this dirty world.

44Iskā nām hī hai nark .

54This is called hell.

45Satyug kō kahā jātā hai svarg .

55The golden age is called heaven.

46Yahā̃ manuṣhya kitnē ghōr andhiyārē mē̃ haĩ .

56Human beings here are in total darkness.

47Dhanvān jō haĩ vah samajhtē haĩ hamārē liē yahā̃ hī svarg hai .

57The wealthy think that this is heaven for them here.

48Svarg hōtā hī hai naī duniyā mē̃ .

58Heaven exists in that new world.

49Yah purānī duniyā tō vināśh hō jānī hai .

59This old world is going to be destroyed.

50Jō karmātīt avasthā vālē hōṅgē vah kōī dharmarāj purī mē̃ sazāyē̃ thōṛēhī bhōgē̃gē .

60Those who reach their karmateet stage will not have to experience punishment in the realm of Dharamraj.

51Svarg mē̃ tō sazā hōgī hī nahī̃ .

61There will be no punishment in heaven.

52Vahā̃ garbh bhī mahal rahtā hai .

62There, even the wombs you enter are like palaces.

53Kōī duḥkh key|kī bāt nahī̃ .

63There is no question of sorrow there.

54Yahā̃ tō garbh jēl hai jō sazāyē̃ khātē rahtē haĩ .

64Here, a womb is like a jail, and therefore punishment is experienced.

55Tum kitnā bār svargvāsī bantē hō - yah yād karō tō bhī sārā chakra yād rahē .

65Just remember how many times you have become residents of heaven and you will then remember the whole cycle.

56Ēk hī bāt lākhō̃ rūpayē kī hai .

66Just this one aspect is worth hundreds of thousands of rupees.

57Yah bhūl jānē sē , dēh-abhimān mē̃ ānē sē māyā nuksān kartī hai .

67When you forget this and become body conscious, Maya causes you a great loss.

58Yahī mēhnat hai .

68This is the effort you must make.

59Mēhnat bigar ūñch pad nahī̃ pā saktē .

69No one can claim a high status without making effort.

60Bābā kō kahtē haĩ - bābā ham anpaṛhē haĩ , kuchh nahī̃ jāntē .

70Some say: Baba, I am uneducated, I don’t know anything.

61Bābā tō khuśh hōtē haĩ kyōṅki yahā̃ tō paṛhā huā sab bhūlnā hai .

71Baba then becomes very happy because everything you have studied so far has to be forgotten here.

62Yah tō thōṛē time kē liē śharīr nirvāh ādi kē liē paṛhnā hai .

72What you studied was just for a short time in order for you to earn your livelihood etc.

63Jāntē hō nā - yah sab khalās hōnē kā hai .

73You know that everything is now going to be destroyed.

64Jitnā hō sakē bāp kō yād karnā hai aur rōṭī ṭukṛā khuśhī sē khānā hai .

74Remember the Father as much as possible and eat a piece of chapatti in great happiness.

65Vāh garībī is samay key|kī .

75The poverty of this time is wonderful.

66Ārām sē rōṭī ṭukaṛ khānā hai . 67Habach ( lālach ) nahī̃ .

76Don't become greedy but simply eat a piece of chapatti in comfort.

68Ājkal anāj miltā kahā̃ hai .

77Nowadays, there is even a shortage of grain.

69Chīnī ādi bhī dhīrē-dhīrē karkē milēgī hī nahī̃ .

78Gradually, you won’t even be able to obtain sugar.

70Aisē nahī̃ , tum īśhvarīy service kartē hō tō tumkō government dē dēgī .

79It isn’t that because you are doing God’s service, the Government will give you everything.

71Vah tō kuchh bhī jāntē nahī̃ .

80They don’t know anything.

72Hā̃ , bachchō̃ kō kahā jātā hai - government kō samjhāō ki ham sab mil-kar mā̃-bāp kē pās jātē haĩ , unhō̃ kō bachchō̃ kē liē ṭōlī bhējnī hōtī hai .

81Yes, you children are told to explain to the Government that all of us are going to our Parent’s home together. 82Baba has to send toli to some children.

73Yahā̃ tō sāph kah dētē ki hai hī nahī̃ .

83Here, they very clearly say, “No, we haven’t got any!”

74Lāchārī thōṛī dē dētē haĩ . 75Jaisē phakīr lōgō̃ kō kōī sāhūkār hōgā tō muṭṭhī bharkar dē dēgā .

84Perhaps they would give a little to those in desperate circumstances, just as someone wealthy would give a handful to a fakir (religious wandering ascetic).

76Garīb hōgā tō thōṛā bahut dē dēgā .

85Poor ones would only give a little.

77Chīnī ādi ā saktī hai parantu bachchō̃ kā yōg kam hō jātā hai .

86Sugar etc. can be brought here, but the yoga of you children then decreases.

78Yād na rahnē kāraṇ , dēh-abhimān mē̃ ānē K|kē kāraṇ kōī kām hō nahī̃ saktā .

87Because you don't stay in remembrance, but become body conscious, you accomplish nothing.

79Yah kām paṛhāī sē itnā nahī̃ hōgā jitnā yōg sē hōgā .

88This task will not be accomplished by studying as much as by having yoga.

80Vah bahut cum|kam hai .

89There is very little yoga.

81Māyā yād kō uṛā dētī hai .

90Maya makes you forget to have remembrance.

82Rūstam kō aur hī achchhī rīti pakaṛtī hai .

91She catches hold of the powerful ones very strongly.

83Achchhē-achchhē first class bachchō̃ par bhī grahachārī baiṭhtī hai .

92Even very good and first-class children have bad omens over them.

84Grahachārī baiṭhnē kā mukhya kāraṇ yōg key|kī kamī hai .

93The main reason for their having bad omens is their lack of yoga.

85Grahachārī K|kē kāraṇ hī nām-rūp mē̃ phans martē haĩ .

94Because of bad omens, some children become trapped in someone's name and form.

86Yah baṛī mañjil hai .

95This destination is very high.

87Agar sachchī mañjil pānī hai , tō yād mē̃ rahnā paṛē .

96If you really do want to reach your true destination, you have to stay in remembrance.

88Bāp kahtē haĩ - dhyān sē bhī gyān achchhā . 89Gyān sē yād achchhī .

97The Father says: This knowledge is better than trance but remembrance is better than this knowledge.

90Dhyān mē̃ jāstī jānē sē māyā K|kē bhūtō̃ key|kī pravēśhtā hō jātī hai .

98When you go into trance too much, the evil spirits of Maya enter you.

91Aisē bahut haĩ jō phāltū dhyān mē̃ jātē haĩ .

99Many go into trance unnecessarily.

92Kyā-kyā bōltē haĩ , un par viśhvās nahī̃ karnā .

100They speak of so many things. 101They shouldn’t be trusted.

93Gyān tō bābā key|kī murlī mē̃ miltā rahtā hai .

102Knowledge is received from Baba’s murlis.

94Bāp khabardār kartē rahtē haĩ . 95Dhyān kōī kām kā nahī̃ hai .

103The Father continues to warn you that trance is of no use.

96Bahut māyā key|kī pravēśhtā hō jātī hai .

104There is a lot of interference by Maya in that.

97Ahaṅkār ā jātā hai .

105There is also arrogance.

98Gyān tō sabkō miltā rahtā hai .

106Everyone continues to receive this knowledge.

99Gyān dēnē vālā śhivbābā hai .

107It is Shiv Baba who gives you this knowledge.

100Mama kō bhī yahā̃ sē gyān miltā thā nā .

108Mama too used to receive this knowledge here.

101Unkō bhī kahē̃gē manmanābhav .

109That can also be called “Manmanabhav”.

102Bāp kō yād karō , daivīguṇ dhāraṇ karō .

110Remember the Father and imbibe divine virtues.

103Apnē kō dēkhnā hai ham daivī guṇ dhāraṇ kartē haĩ  ?

111Each of you should check yourself to see whether you are imbibing divine virtues.

104Yahā̃ hī daivīguṇ dhāraṇ karnē haĩ .

112It is here that divine virtues have to be imbibed.

105Kōī kō dēkhō abhī first class avasthā hai , khuśhī sē kām kartē , ghaṇṭē kē bād krōdh kā bhūt āyā , khatm .

113You can see that someone’s stage is firstclass one moment, that he does everything in great happiness and that, after an hour, an evil spirit of anger comes and everything is then finished.

106Phir smr̥iti ātī hai , yah tō hamnē bhūl key|kī . 107Phir sudhar jātē haĩ .

114Then he becomes aware that he made a mistake and he reforms himself.

108Ghaṛī-ghaṛī K|kē ghaṛiyāl - bābā pās|pass bahut haĩ , abhī dēkhō baṛē mīṭhē , bābā kahē̃gē aisē bachchō̃ par tō kurbān jāū̃ .

115Some of you are like an hour clock. 116Baba has many children like that. 117One moment, they are so sweet that Baba would even say that He will sacrifice Himself to such children.

109Ghaṇṭē bād phir kōī na kōī bāt mē̃ bigaṛ paṛtē .

118Then, after an hour, they become upset about one thing or another.

110Krōdh āyā , sārī key|kī kamāī khatm hō gaī .

119Anger comes and everything you had earned up to then is destroyed.

111Abhī-abhī kamāī , abhī-abhī ghāṭā hō jātā .

120One moment, there is an income accumulated and the next moment there is a loss.

112Sārā madār yād par hī hai .

121Everything depends on your having remembrance.

113Gyān tō baṛā sahaj hai .

122This knowledge is very easy.

114Chhōṭā bachchā bhī samjhā lē .

123Even a small child can explain it.

115Parantu maĩ jō hū̃ , jaisā hū̃ , yathārth rīti jānē̃ .

124However, they have to understand Me accurately: who I am and what I am.

116Apnē kō ātmā samajhē̃ , is rīti chhōṭē bachchē thōṛēhī yād kar sakē̃gē .

125Little children are unable to remember Me whilst considering themselves to be souls.

117Manuṣhyō̃ kō marnē samay kahā jātā hai bhagvān kō yād karō . 118Parantu yād kar na sakē kyōṅki yathārth kōī bhī jāntē nahī̃ haĩ .

126When someone is about to die, he is told to remember God, but, because he doesn’t know Him accurately, he would be unable to remember Him accurately.

119Kōī bhī vāpis jā nahī̃ saktē . 120Na vikarma vināśh hōtē haĩ .

127Neither can anyone return home yet nor can anyone’s sins be absolved by that.

121Paramparā sē r̥iṣhi-muni ādi sab kahtē āyē ki rachtā aur rachnā kō ham nahī̃ jāntē .

128From the beginning, rishis and munis have been saying that they don’t know the Creator or creation.

122Vah tō phir bhī satōguṇī thē .

129At the beginning, they were satoguni at least.

123Āj K|kē tamōpradhān buddhi phir kaisē jān saktē .

130How could their present tamopradhan intellects understand this?

124Bāp kahtē haĩ yah lakṣhmī-nārāyaṇ bhī nahī̃ jāntē .

131The Father says: Even Lakshmi and Narayan don’t know Me.

125Rājā-rānī hī nahī̃ jāntē tō phir prajā kaisē jānē̃gī .

132If the king and queen don’t know, how could their subjects know?

126Kōī bhī nahī̃ jāntē .

133No one knows Me.

127Abhī sirph tum bachchē hī jāntē hō .

134At present, only you children know Me.

128Tumhārē mē̃ bhī kōī haĩ jō yathārth rīti jāntē haĩ , kahtē haĩ bābā ghaṛī-ghaṛī bhūl jātē haĩ .

135Amongst you too, there are some who know Me accurately. 136Some say: Baba, I forget you again and again.

129Bāp kahtē haĩ - kahā̃ bhī jāō sirph bāp kō yād karō .

137The Father says: Wherever you go, simply remember the Father.

130Baṛī bhārī kamāī hai .

138The income you earn from this is so huge.

131Tum 21 janmō̃ kē liē nirōgī bantē hō .

139You become free from illness for 21 births.

132Aisē bāp kō antarmukh hō yād karnā chāhiē nā .

140You must become introspective to remember such a Father.

133Parantu māyā bhulākar tūphān mē̃ lā dētī hai , ismē̃ antarmukh hō vichār sāgar manthan karnā hai .

141However, Maya makes you forget Him and brings storms. 142Here, you have to become introspective and churn the ocean of this knowledge.

134Vichār sāgar manthan karnē key|kī bāt bhī abhī kī hai .

143It is only now that you have to churn the ocean of this knowledge.

135Yah hai puruṣhōttam bannē kā saṅgamyug .

144This is the confluence age in which you become the most elevated human beings of all.

136Yah bhī wonder hai , tum bachchō̃ nē dēkhā hai - ēk hī ghar mē̃ tum kahtē hō ham saṅgamyugī haĩ aur half partner vā bachchā ādi kaliyugī hai .

145You children must have seen the wonder of how, in the same family, the husband says that he belongs to the confluence age and his half-partner and children say that they belong to the iron age.

137Kitnā fark hai .

146There is so much difference.

138Baṛī mahīn bāt bāp samjhātē haĩ .

147The things that the Father explains are very subtle and refined.

139Ghar mē̃ rahtē huē bhī buddhi mē̃ hai ki ham fool|phūl bannē kē liē puruṣhārth kar rahē haĩ .

148Even whilst you live at home with your families, you must keep the fact in your intellects that you are making effort to become flowers.

140Yah hai anubhav key|kī bātē̃ .

149This is a matter of experience.

141Practical mē̃ mēhnat karnī hai .

150You have to make this practical effort.

142Yād kī hī mēhnat hai .

151Effort just lies in remembrance.

143Ēk hī ghar mē̃ ēk hans tō dūsrā bagulā .

152In the same home, one would be a swan and the other one a stork.

144Phir kōī baṛē first class hōtē haĩ .

153Some couples are firstclass.

145Kabhī vikār kā khyāl bhī nahī̃ ātā hai .

154They never have any thought of vice.

146Sāth mē̃ rahtē bhī pavitra rahtē haĩ , himmat dikhātē haĩ tō unhē̃ kitnā ūñch pad milēgā .

155They live together and still remain pure. 156They show how courageous they are. 157Therefore, they will receive such a high status.

147Aisē bhī bachchē haĩ nā .

158There are many such children.

148Kaī tō dēkhō vikār kē liē kitnā mārtē jhagaṛā|jhagṛā kartē haĩ , avasthā vah hōnī chāhiē jō saṅkalp mē̃ bhī kabhī apavitr bannē kā khyāl na āyē .

159Some beat others and quarrel with them for vice. 160Your stage should be such that you don’t even have the slightest thought of becoming impure.

149Bāp her|har prakār sē rāy dētē rahtē haĩ .

161The Father continues to advise you for every situation.

150Tum jāntē hō śhrī śhrī key|kī mat sē ham śhrī lakṣhmī , śhrī nārāyaṇ bantē haĩ .

162You know that you will become like Shri Lakshmi or Shri Narayan by following the directions of Shri Shri.

151Śhrī mānā hī śhrēṣhṭh .

163Shri means elevated.

152Satyug mē̃ hai number one śhrēṣhṭh .

164In the golden age, you are number one elevated.

153Trētā mē̃ dō degree kam hō jātī haĩ .

165In the silver age, there are two degrees less.

154Yah gyān tum bachchō̃ kō abhī miltā hai .

166You children receive this knowledge at this time.

155Is īśhvarīy sabhā kā kāydā hai - jinhē̃ gyān ratnō̃ kā kadar hai , kabhī ubāsī ādi nahī̃ lētē haĩ unhē̃ āgē-āgē baiṭhnā chāhiē .

167The law for this gathering of God is that only those who value the jewels of this knowledge and who never yawn should sit in the front.

156Kōī-kōī bachchē bāp K|kē sāmnē baiṭhē bhī jhuṭkā khātē , ubāsī dētē rahtē .

168Some children sit in front of the Father and then continue to yawn or even nod off.

157Unkō phir pichhāṛī mē̃ jākar baiṭhnā chāhiē .

169They should go and sit at the back.

158Yah īśhvarīy sabhā hai bachchō̃ key|kī .

170This is God’s gathering of His children.

159Parantu kaī brāhmaṇiyā̃ aisē-aisē kō bhī lē ātī haĩ , yū̃ tō bāp sē dhan miltā hai , ēk-ēk versions lākhō̃ rūpayē kā hai .

171In spite of that, some teachers still bring such people here. 172You are receiving wealth from the Father. 173Each version is worth hundreds of thousands of rupees.

160Tum jāntē hō gyān miltā hī hai saṅgam par .

174You know that it is only at the confluence age that you are given this knowledge.

161Tum kahtē hō bābā ham phir sē āyē haĩ bēhad kā varsā lēnē .

175You say: Baba, we have come once again to claim our unlimited inheritance.

162Mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ kō bābā bār-bār samjhātē haĩ yah chhī-chhī duniyā hai , tumhārā hai bēhad kā vairāgya .

176Baba repeatedly says to you sweetest children: This world is dirty. 177You must have unlimited disinterest in it.

163Bāp kahtē haĩ is duniyā mē̃ tum jō kuchh dēkhtē hō vah kal hōgā nahī̃ .

178The Father says: Whatever you see now in this world will not exist tomorrow.

164Mandirō̃ ādi kā nām niśhān hī̃ nahī rahēgā .

179There will be no name or trace of temples etc.

165Vahā̃ svarg mē̃ unhō̃ kō purānī chīz dēkhnē key|kī darkār nahī̃ .

180There, in heaven, there is no need for anyone to visit ancient things.

166Yahā̃ tō purānī chīz kā kitnā mūlya hai .

181Here, so much value is placed on ancient things.

167Vāstav mē̃ kōī chīz kā mūlya nahī̃ hai sivāē ēk bāp K|kē .

182In fact, nothing, apart from the Father, has any value.

168Bāp kahtē haĩ maĩ na āū̃ tō tum rājāī kaisē lō|low .

183The Father says: If I didn’t come, how would you claim the kingdom?

169Jinkō mālūm hai vahī ākar bāp sē varsā lētē haĩ , isliē kōṭō̃ mē̃ kōī kahā jātā hai .

184Those who are aware of this will come and claim their inheritance from the Father. 185This is why only a handful out of multimillions are remembered.

170Kōī bhī bāt mē̃ sanśhay nahī̃ ānā chāhiē .

186There shouldn’t be any doubt about anything.

171Bhōg ādi key|kī bhī rasm-rivāj hai .

187We also have the custom and system of offering bhog.

172Insē gyān aur yād kā kōī connection nahī̃ hai .

188It has no connection with this knowledge or remembrance.

173Aur kōī bāt sē tumhārā tailuk nahī̃ .

189You have no connection with anything else.

174Sirph dō bātē̃ haĩ alpha aur bē , bādśhāhī .

190There are just the two things: Alpha and beta, the kingdom.

175Alpha bhagvān kō kahā jātā hai .

191God is called Alpha.

176Aṅgulī sē bhī aisē iśhārā kartē haĩ nā .

192People point upwards with their finger to remember Him.

177Ātmā iśhārā kartī hai nā .

193It is the soul who points.

178Bāp kahtē haĩ bhakti mārg mē̃ tum mujhē yād kartē hō .

194The Father says: You remember Me on the path of devotion.

179Tum sab mērē āśhik hō .

195All of you are My lovers.

180Yah bhī jāntē hō bābā kalp-kalp ākar sab manuṣhya mātra kō duḥkh sē chhuṛāē śhānti aur sukh dētē haĩ , tab bābā nē kahā thā ki sirph yah board likh dō ki viśhva mē̃ śhānti bēhad kā bāp kaisē sthāpan kar rahē haĩ sō ākar samjhō .

196You also know that Baba comes every cycle and liberates all human beings from their sorrow and gives them peace and happiness. 197This is why Baba has told you to put up a board on which it is written: Come and understand how the unlimited Father is establishing peace in the world.

181Ēk second mē̃ viśhva kā mālik 21 janma liē bannā hai tō ākar samjhō .

198If you want to understand how to become a master of the world for 21 births in a second, come in and understand.

182Ghar mē̃ board lagā dō , tīn pair pr̥ithvī par tum baṛē sē baṛī hospital , university khōl saktē hō .

199Put up a board outside your home. 200You can open the greatest hospital and university on just three feet of land.

183Yād sē 21 janma liē nirōgī aur paṛhāī sē svarg kī bādśhāhī mil jātī hai .

201By having remembrance, you become free from disease for 21 births and, through this study, you receive the sovereignty of heaven.

184Prajā bhī kahēgī ki ham svarg K|kē mālik haĩ .

202Even the subjects say that they will become the masters of heaven.

185Āj manuṣhyō̃ kō lajjā ātī hai kyōṅki narkvāsī haĩ .

203Today, because human beings are residents of hell, they are ashamed.

186Khud kahtē haĩ hamārā bāp svargvāsī huā , tō narkvāsī hō nā .

204They themselves say: Our father has become a resident of heaven and we are therefore residents of hell.

187Jab marē̃gē tō svarg mē̃ jāyēṅgē .

205When we die, we will go to heaven.

188Kitnī sahaj bāt hai .

206This is such an easy matter.

189Achchhā kām karnē vālē kē liē khās kahtē haĩ yah bahut mahādānī thā . 190Yah svarg gayā .

207They say of someone who accomplished a good task that he was a special person or a great donor, and that he has now gone to heaven.

191Parantu jātā kōī bhī nahī̃ hai .

208However, no one can go there yet.

192Nāṭak jab pūrā hōtā hai tō sabhī stage par ākar khaṛē hōtē haĩ .

209When a play ends, everyone comes and stands on the stage.

193Yah laṛāī bhī tab lagēgī jab sabhī actors yahā̃ ā jāyēṅgē phir lauṭē̃gē .

210This war will take place when all the actors have arrived here. 211Then, everyone will return home.

194Śhiv key|kī barāt kahtē haĩ nā .

212“The wedding procession of Shiva,” has been remembered.

195Śhivbābā kē sāth sabhī ātmāyē̃ jāyēṅgī .

213All souls will return with Shiv Baba.

196Mūl bāt abhī 84 janm pūrē huē .

214The main thing is that your 84 births are now ending.

197Ab is juttī kō chhōṛnā hai .

215This shoe now has to be discarded.

198Jaisē sarp purānī khāl chhōṛ naī lētē haĩ . 199Tum naī khāl satyug mē̃ lē̃gē .

216Just as a snake sheds its old skin and takes a new one, so you will have new skins (bodies) in the golden age.

200Śhrīkr̥iṣhṇa kitnā ḵẖūbṣhūrat hai , kitnī usmē̃ kaśhiśh hai .

217Shri Krishna is so beautiful. 218He has so much attraction.

201First class śharīr hai .

219He has a firstclass body.

202Aisē ham lē̃gē .

220We will all receive such bodies.

203Kahtē haĩ nā - ham tō nārāyaṇ banē̃gē .

221You say: I will become Narayan.

204Yah tō saṛī huī chhī-chhī khal hai .

222This skin is decayed and dirty.

205Yah ham chhōṛkar jāyēṅgē naī duniyā mē̃ .

223I will shed this and go to that new world.

206Yah yād kartē khuśhī kyō̃ nahī̃ hōtī , jab kahtē hō ham nar sē nārāyaṇ bantē haĩ  !

224Since you say that you are becoming Narayan from a human being, why don’t you remember this and experience happiness?

207Is satya nārāyaṇ kī kathā kō achchhī rīti samjhō .

225Understand this story of the true Narayan very well.

208Jō kahtē hō vah karkē dikhāō .

226Demonstrate this by putting what you say into practice.

209Kahnī , karnī ēk chāhiē .

227Your deeds should be equal to your words.

210Dhandhā ādi bhī bhal karō . 211Bāp kahtē haĩ hāthō̃ sē kām karō , dil bāp kī yād mē̃ rahē .

228Carry on with your business etc., but the Father says: Let your hands do the work whilst your heart remains in remembrance of the Father.

212Jitnī-jitnī dhārṇā karē̃gē utnā tumhārē pās|pass knowledge key|kī value hōtī jāyēgī , knowledge key|kī dhārṇā sē tum kitnā dhanvān bantē hō .

229The more of this knowledge you imbibe, the more value you will place on it. 230You become very wealthy by imbibing this knowledge.

213Yah hai rūhānī knowledge .

231This is spiritual knowledge.

214Tum ātmā hō , ātmā hī śharīr sē bōltī hai .

232You are souls. 233It is a soul who speaks through a body.

215Ātmā hī gyān dētī hai . 216Ātmā hī dhāraṇ kartī hai .

234It is a soul who gives this knowledge and it is a soul who imbibes this knowledge.

217Achchhā  !

235Achcha.

218Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

236To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

219Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

237The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

220Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

238Essence for dharna:

2211 ) is purānī duniyā key|kī purānī chīzō̃ kō dēkhtē huē bhī nahī̃ dēkhnā hai .

239 1. Even whilst having to see the old things of this old world, don’t see them.

222Nar sē nārāyaṇ bannē kē liē kahnī , karnī ēk samān banānī hai .

240In order to become Narayan from an ordinary human being, make your deeds equal to your words.

2232 ) avināśhī gyān ratnō̃ kā kadar rakhnā hai , yah bahut baṛī kamāī hai , ismē̃ ubāsī yā jhuṭkā nahī̃ ānā chāhiē .

241 2. Value these imperishable jewels of this knowledge. 242The income you are earning is so huge. 243Never yawn or nod off.

224Nām-rūp key|kī grahachārī sē bachnē kē liē yād mē̃ rahnē kā puruṣhārth karnā hai .

244In order to remain safe from the bad omens of being attracted to someone’s name and form, make effort to stay in remembrance.

Blessing

225Vardān  : bāp key|kī chhatrachhāyā kē nīchē nāzuk paristhitiyō̃ mē̃ bhī kamal puṣhp samān nyārē aur pyārē bhav

245Blessing: May you stay under the Father’s canopy of protection and thereby become loving and detached like a lotus, even amidst delicate situations.

226Saṅgamyug par jab bāp sēvādhārī ban karkē ātē haĩ tō chhatrachhāyā K|kē rūp mē̃ bachchō̃ key|kī sadā sēvā kartē haĩ .

246 At the confluence age, when the Father comes as the Server, He constantly serves all of you children with a canopy of protection.

227Yād kartē hī second mē̃ sāth kā anubhav hōtā hai .

247As soon as you remember Him, you experience His company in a second.

228Yah yād kī chhatrachhāyā kaisī bhī nāzuk paristhitiyō̃ mē̃ kamal puṣhp K|kē samān nyārā aur pyārā banā dētī hai .

248This canopy of protection of remembrance makes you loving and detached like a lotus flower amidst delicate situations.

229Mēhnat nahī̃ lagtī .

249You don’t have to work hard.

230Bāp kō sāmnē lānē sē , sva sthiti mē̃ sthit hōnē sē kaisī bhī paristhiti parivartan hō jātī hai .

250By bringing the Father in front of you and by your becoming stable in your original stage, any type of situation will be transformed.

Slogan

231Slōgan  : bātō̃ kā pardā bīch mē̃ ānē na dō tō bāp kē sāth kā anubhav hōtā rahēgā .

251Slogan: Do not let a curtain of words come between you and you will continue to experience the Father’s company.

252*** Om Shanti ***

232Avyakt iśhārē - ātmik sthiti mē̃ rahnē kā abhyās karō , antarmukhī banō

253Avyakt Signal: Practise being in the stage of soul consciousness, be introverted.

233Kisī bhī vighna sē mukt hōnē key|kī yukti hai - second mē̃ svayã kā svarūp arthāt ātmik jyōti svarūp smr̥iti mē̃ ā jāē aur karma mē̃ nimitt bhāv kā svarūp - is double light svarūp mē̃ sthit hō jāō tō second mē̃ high jump dē dēgē .

254The way to become free from any obstacle is to become aware of your form, that is, of your soul-conscious form of light in a second and when acting, have the consciousness of being an instrument. 255Become stable in this double-light form and you will take a high jump in a second.

234Kōī bhī vighna āgē baṛhnē mē̃ rūkāvaṭ nahī̃ ḍāl sakēgā .

256No obstacle will then obstruct you from moving forward.