शुक्रवार 6 जून 2025 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
006-06-2025 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 06/06/25 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - bhaviṣhya ūñch gharānē mē̃ ānē kā ādhār hai paṛhāī , is paṛhāī sē hī tum beggar to prince ban saktē hō ' '
1Essence: Sweet children, this study is the basis of your going into your future elevated clan. 2Only through this study can you change from beggars to princes.
Question
2Praśhna : golden spoon in mouth dō prakār sē prāpt hō saktā hai , kaisē ?
3Question: In which two ways can you receive a golden spoon in the mouth?
Answer
3Uttar : ēk bhakti mē̃ dān-puṇya karnē sē , dūsrā , gyān mē̃ paṛhāī sē .
4Answer: One is by giving donations and performing charity on the path of devotion. 5The other is by studying this knowledge.
4Bhakti mē̃ dān-puṇya kartē haĩ tō rājā yā sāhūkār kē pās janma lētē haĩ lēkin vah hō gayā had kā .
6When you donate something or perform charity on the path of devotion, you take birth to a king or a wealthy person. 7However, that aspect is limited.
5Tum gyān mē̃ paṛhāī sē golden spoon in mouth pātē hō .
8By studying this knowledge, you receive a golden spoon in the mouth.
6Yah hai bēhad key|kī bāt .
9This aspect is unlimited.
7Bhakti mē̃ paṛhāī sē rājāī nahī̃ miltī .
10You cannot receive a kingdom on the path of devotion by studying.
8Yahā̃ jō jitnā achchhī rīti paṛhtē haĩ , utnā ūñch pad pātē haĩ .
11Here, the better someone studies, the higher the status he claims.
Murli
9Ōm śhānti .
12Om shanti.
10Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ kō rūhānī bāp baiṭh samjhātē haĩ , inkō kahā jātā hai rūhānī gyān .
13The spiritual Father sits here and explains to you sweetest, long-lost and now-found children. 14This is called spiritual knowledge.
11Bāp ākar bhāratvāsī bachchō̃ kō samjhātē haĩ , apnē kō ātmā samjhō aur bāp kō yād karō , yah bāp nē khās farmān kiyā hai tō vah mānnā chāhiē nā .
15The Father comes and tells you children of Bharat to consider yourselves to be souls and to remember the Father. 16The Father has especially given you this order. 17Therefore, you should listen to Him.
12Ūñch tē ūñch bāp key|kī śhrīmat maśhhūr hai .
18The shrimat of the highest-on-high Father is very famous.
13Yah bhī tum bachchō̃ kō gyān hai ki sirph śhivbābā kō hī śhrī śhrī kah saktē haĩ .
19You children know that only Shiv Baba is called Shri Shri.
14Vahī śhrī śhrī banātē haĩ , śhrī mānā śhrēṣhṭh .
20He also makes us shri shri. 21Shri means elevated.
15Tum bachchō̃ kō abhī patā paṛā hai ki inhō̃ kō bāp nē aisā banāyā .
22You children now know that it was the Father who made them (Lakshmi and Narayan) become like that.
16Ham abhī naī duniyā kē liē paṛh rahē haĩ .
23We are now studying for the new world.
17Naī duniyā kā nām hī hai svarg , amarpurī .
24The new world is called heaven, the land of immortality.
18Mahimā kē liē nām bahut haĩ .
25Many names are used to praise it.
19Kahtē bhī haĩ svarg aur nark .
26People speak of heaven and hell.
20Phalānā svargvāsī huā tō gōyā narkvāsī thē nā .
27They say that so-and-so became a resident of heaven, which means that he must have been a resident of hell.
21Parantu manuṣhyō̃ mē̃ itnī samajh nahī̃ , svarg-nark , naī duniyā , purānī duniyā kiskō kahā jātā hai , kuchh bhī jāntē nahī̃ .
28People have no basic understanding of what heaven is or what hell is, of what the new world is or what the old world is. 29They understand nothing of that at all.
22Bāhar kā bhabhkā kitnā hai .
30There is so much external splendour.
23Tum bachchō̃ mē̃ bhī thōṛē haĩ jō samajhtē haĩ barōbar hamkō bāp paṛhātē haĩ .
31Amongst you children too, only a few understand that it is definitely the Father who is teaching you.
24Ham yah lakṣhmī-nārāyaṇ bannē kē liē āyē haĩ .
32You have come here to become Lakshmi or Narayan.
25Ham beggar to prince banē̃gē .
33We will change from beggars to princes.
26Pahlē-pahlē ham jākar rājkumār banē̃gē .
34First, we will go and become princes. 35This is a study.
27Yah paṛhāī hai , jaisē injīniyarī , bairisṭarī ādi paṛhtē haĩ tō buddhi mē̃ rahtā hai ki ham ghar banāyēṅgē phir yah karē̃gē … har ēk kō apnā kartavya smr̥iti mē̃ ātā hai .
36When you are studying to become an engineer or barrister,etc., it remains in your intellect that you will later have a home built, that you will do this and that. 37Everyone is aware of their duties.
28Tum bachchō̃ kō jākar baṛē ūñch ghar mē̃ janma lēnā hai is paṛhāī sē .
38You children will go and take birth in elevated families through this study.
29Jō jitnā jāstī paṛhēgā utnā bahut ūñch ghar mē̃ janma lēgā .
39The more you study, the more elevated the family that you take birth in will be.
30Rājā K|kē ghar mē̃ janma lē phir rājāī chalānī hai .
40You will take birth to a king and then rule a kingdom.
31Gāyā bhī jātā hai golden spoon in mouth .
41It is remembered: “A golden spoon in the mouth.”
32Ēk tō gyān dvārā yah golden spoon in mouth mil saktā hai .
42Firstly, you receive a golden spoon in the mouth by studying this knowledge.
33Dūsrā , agar dān-puṇya achchhī rīti karē̃ tō bhī rājā kē pās janm milēgā .
43Secondly, when you donate a great deal and perform a lot of charity, you take birth to a king.
34Vah hō gayā had kā .
44However, that aspect is limited.
35Yah hai bēhad kā .
45The aspect here is unlimited.
36Har ēk bāt achchhī rīti samjhō .
46Understand everything very clearly.
37Kuchh bhī samajh mē̃ na āyē tō pūchh saktē hō .
47If you can’t understand anything, you can ask about it.
38Note karō yah-yah bātē̃ bābā sē pūchhnā hai .
48Note down what you have to ask Baba.
39Mukhya hai hī bāp K|kē yād kī bāt .
49The main thing is to remember the Father.
40Bākī kōī sanśhay ādi hai tō unkō ṭhīk kar dēgē .
50If you have any doubt, He puts it right.
41Yah bhī bachchē jāntē haĩ jitnā bhakti mārg mē̃ dān-puṇya kartē haĩ tō sāhūkār kē pās janma lētē haĩ .
51You children know that by donating and performing charity on the path of devotion, you take birth to a wealthy person.
42Jō kōī burā karma kartē haĩ tō phir aisā janm miltā hai .
52When someone does something bad, he takes birth accordingly.
43Kōī-kōī kā tō aisā karmbandhan hai jō bāt mat pūchhō .
53Some who come to Baba have such karmic bondages, don’t even ask.
44Yah sab hai past kā karmbandhan .
54All of those karmic bondages come from the past.
45Rājāyē̃ bhī kōī-kōī aisē hōtē haĩ , baṛā karmbandhan kaṛā hōtā hai .
55Some kings have very severe karmic bondages.
46In lakṣhmī-nārāyaṇ kō tō kōī bandhan nahī̃ .
56Lakshmi and Narayan have no bondage at all.
47Vahā̃ hai hī yōgbal key|kī rachnā .
57There, creation takes place through the power of yoga.
48Jabki yōgbal sē ham viśhva key|kī rājāī lē saktē haĩ tō kyā bachchā paidā nahī̃ hō saktā !
58Since we are able to claim the kingdom of the world with the power of yoga, can babies not be born in the same way?
49Pahlē sē hī sākṣhātkār hō jātā hai .
59They have a vision in advance.
50Vahā̃ tō yah common bāt hai .
60That is a common thing there.
51Khuśhī mē̃ bājē bajtē rahtē haĩ .
61Bands play with a lot of happiness.
52Būṛhē sē bachchā ban jātē .
62An elderly person changes into a child.
53Mahātmā sē bhī bachchē kō jāstī mān diyā jātā hai kyōṅki vah mahātmā tō phir bhī sārī life pās|pass kar baṛā huā hai .
63Why a child is given greater respect than a mahatma (great soul) is because mahatmas grow old whilst passing through all the stages of life.
54Vikārō̃ kō jāntē haĩ . 55Chhōṭē bachchē nahī̃ jāntē isliē mahātmā sē bhī ūñch kahā jātā hai .
64They know all about vice, whereas little children don’t know anything about that. 65This is why they are considered to be greater than mahatmas.
56Vahā̃ tō sab mahātmāyē̃ haĩ .
66There, (in the golden age) all are mahatmas.
57Śhrīkr̥iṣhṇa kō bhī mahātmā kahtē haĩ . 58Vah hai sachchā mahātmā .
67Even Shri Krishna is said to be a great soul; he is a real mahatma.
59Satyug mē̃ hī mahān ātmāyē̃ hōtē haĩ .
68Only in the golden age are there great souls.
60Un jaisē yahā̃ kōī hō na sakē .
69There cannot be anyone like them here.
61Tum bachchō̃ kō andar mē̃ bahut khuśhī hōnī chāhiē . 62Abhī ham naī duniyā mē̃ janma lē̃gē .
70You children should experience a lot of happiness inside, because you are now going to take birth in that new world.
63Yah purānī duniyā khatm hōnī hai .
71This old world is to be destroyed.
64Ghar purānā hōtā hai tō nayē ghar key|kī khuśhī hōtī hai nā .
72When a house becomes old, you become happy knowing that you are moving to a new one.
65Kitnē achchhē-achchhē marble ādi K|kē ghar banātē haĩ .
73Such beautiful houses of marble, etc. are built.
66Jainī lōgō̃ kē pās paisē bahut hōtē haĩ , vah apnē kō ūñch kul K|kē samajhtē haĩ .
74The Jains have a lot of money. 75They consider themselves to be of a very high clan.
67Vāstav mē̃ yahā̃ kōī ūñch kul tō hai nahī̃ .
76In fact, there are no high clans here.
68Ūñch kul mē̃ śhādī kē liē ghar ḍhūṇḍhtē haĩ .
77When looking for a marriage partner, they look for a high clan.
69Vahā̃ kul ādi key|kī bāt nahī̃ hōtī .
78There, there is no question of clans, etc.
70Vahā̃ tō ēk hī dēvtāō̃ kā kul hōtā hai , dūsrā na kōī .
79There, there is just the deity clan and no other clans.
71Iskē liē tum saṅgam par abhyās kartē hō ki ham ēk bāp K|kē bachchē sab ātmā haĩ .
80For this, you practise at the confluence age: We are all souls, children of the one Father.
72Ātmā hai first , pīchhē hai śharīr .
81Firstly, there is the soul and then there is the body.
73Duniyā mē̃ sab dēh-abhimānī rahtē haĩ .
82Everyone in the world is body conscious.
74Tumkō abhī dēhī-abhimānī bannā hai .
83You now have to become soul conscious.
75Gr̥ihastha vyavahār mē̃ rahtē apnī avasthā kō jamānā hai .
84Whilst living at home with your families, you have to make your stage powerful.
76Bābā kō kitnē bachchē haĩ , kitnā baṛā gr̥ihastha hai , kitnē khyālāt rahtē hōṅgē .
85Baba has so many children and such a big household. 86He must have so many concerns.
77Inkō bhī mēhnat karnī paṛtī hai .
87This one too has to make effort.
78Maĩ kōī sannyāsī nahī̃ hū̃ .
88I am not a sannyasi.
79Bāp nē inmē̃ pravēśh kiyā hai .
89The Father has entered this one.
80Brahmā-viṣhṇu-śhaṅkar kā chitra bhī hai nā . 81Brahmā hai sabsē ūñch .
90There are the images of Brahma, Vishnu and Shankar and Brahma is the most elevated of them.
82Tō unkō chhōṛ bāp kismē̃ āyēṅgē .
91So, if you put him aside, who else would the Father enter?
83Brahmā kōī nayā paidā nahī̃ hōtā .
92Brahma is not newly born.
84Dēkhtē hō nā - inkō kaisē adopt kartā hū̃ . 85Tum kaisē brāhmaṇ bantē hō .
93You can see how he is adopted and how you become Brahmins.
86In bātō̃ kō tum hī jānō aur kyā jānē̃ .
94Only you know these things. 95What would others know?
87Kahtē haĩ yah tō javāharī thā , inkō tum brahmā kahtē hō !
96They say: “Once he was a jeweller and now you call him Brahma!”
88Unkō kyā patā itnē brāhmaṇ-brāhmaṇiyā̃ kaisē paidā hōṅgē .
97Do such people understand how so many Brahmins have been created?
89Ēk-ēk bāt mē̃ kitnā samjhānā paṛtā hai .
98You have to explain each aspect very clearly.
90Yah bahut guhya bātē̃ haĩ nā .
99All of these things are very deep matters.
91Yah brahmā vyakt , vah avyakt .
100This Brahma is corporeal (vyakt) and that one (in the subtle region) is subtle (avyakt).
92Yah pavitra ban phir avyakt hō jātē .
101This Brahma becomes pure and then becomes that avyakt one.
93Yah kahtē haĩ - maĩ is samay pavitra nahī̃ hū̃ .
102This one says: I am not pure at this time.
94Aisā pavitra ban rahā hū̃ .
103I am becoming as pure as that one.
95Prajāpitā tō yahā̃ hōnā chāhiē nā .
104Prajapita (Father of People) has to exist here.
96Nahī̃ tō kahā̃ sē āyē .
105Where else would he come from?
97Bāp khud samjhātē haĩ maĩ patit śharīr mē̃ ātā hū̃ , jarūr inkō hī prajāpitā kahē̃gē .
106The Father Himself explains: I enter an impure body. 107Surely, this one would be called Prajapita.
98Sūkṣhmavatan mē̃ nahī̃ kahē̃gē .
108The one in the subtle region would not be called that.
99Vahā̃ prajā kyā karēgī .
109What would people do there?
100Yah independent pavitra ban jātē haĩ .
110This one becomes pure independently.
101Jaisē yah bhī puruṣhārth kartē haĩ vaisē tum puruṣhārth kar independent pavitra ban jātē hō .
111Just as this one makes effort, so you too have to make your own independent efforts and become pure.
102Viśhva K|kē mālik bantē hō nā .
112You are becoming the masters of the world.
103Svarg alag , nark alag hai .
113Heaven and hell are totally separate.
104Abhī tō kitnā ṭukṛā-ṭukṛā hō gayā hai .
114Everything is now divided into pieces.
1055 hazār varṣh pahlē key|kī bāt hai jabki inkā rājya thā .
115It is a matter of 5000 years ago when it was your kingdom.
106Vō lōg phir lākhō̃ varṣh kah dētē haĩ .
116However, those people speak of hundreds of thousands of years.
107Yē bātē̃ samajhē̃gē bhī vahī jinhōnnē kalp pahlē samjhā hōgā .
117Only those who understood these things a cycle ago will understand them now.
108Tum dēkhtē hō yahā̃ musalmān , pārsī ādi sab ātē haĩ .
118You see all types of people – Muslims, Parsis, etc. – coming here.
109Khud musalmān phir hinduō̃ kō knowledge dē rahē haĩ .
119They may be Muslims, but they would then give this knowledge to Hindus.
110Wonder hai nā .
120It is a wonder!
111Samjhō kōī sikkh dharm K|kē haĩ , vah bhī baiṭh rājyōg sikhlātē haĩ .
121For instance, someone who belongs to the Sikh religion teaches Raja Yoga.
112Jō convert huē haĩ vah phir transfer hō dēvtā kul mē̃ ā jāyēṅgē .
122Those who have been converted will then be transferred back into the deity clan.
113Sapling lagtā hai .
123The sapling is being planted.
114Tumhārē pās|pass kriściyan , pārsī bhī ātē haĩ , bauddhī bhī āyēṅgē .
124Christians and Parsis come to you. 125Buddhists will also come.
115Tum bachchē jāntē hō jab samay najdīk āyēgā tab chārō̃ ōr sē hamārā nām nikalēgā .
126You children know that, when the time comes close, your name will be glorified everywhere.
116Ēk hī bhāṣhaṇ tum karē̃gē tō ḍhēr tumhārē pās|pass ā jāyēṅgē .
127Many will come to you through just one lecture.
117Sabkō smr̥iti ā jāyēgī hamārā sachchā dharm yah hai .
128They will all be reminded that this is their true religion.
118Jō hamārē dharm K|kē hōṅgē vah sab āyēṅgē tō sahī nā .
129Those who belong to our religion will definitely come here.
119Lākhō̃ varṣh key|kī bāt nahī̃ hai .
130It is not a matter of hundreds of thousands of years.
120Bāp baiṭh samjhātē haĩ tum kal dēvtā thē , abhī phir dēvtā bannē kē liē bāp sē varsā lē rahē hō .
131The Father sits here and explains: Yesterday, you belonged to the deity clan. 132You are now claiming your inheritance from the Father in order to become deities once again.
121Tum sachchē-sachchē pāṇḍav hō , pāṇḍav arthāt paṇḍē .
133You are the true Pandavas. 134Pandavas are guides.
122Vō haĩ jismānī paṇḍē .
135Those guides are physical.
123Tum brāhmaṇ hō rūhānī paṇḍē .
136You Brahmins are spiritual guides.
124Tum abhī bēhad K|kē bāp sē paṛh rahē hō .
137You are now studying with the unlimited Father.
125Yah naśhā tumkō bahut hōnā chāhiē .
138You should have such great intoxication about this.
126Ham bāp kē pās jātē haĩ , jinsē bēhad kā varsā miltā hai .
139We are going to the Father from whom we receive our unlimited inheritance.
127Vah hamārā bāp teacher bhī hai , ismē̃ paṛhnē kē liē kōī table kursī ādi key|kī darkār nahī̃ .
140That Father is also our Teacher. 141There is no need for tables and chairs, etc. here.
128Yah tum likhtē hō sō bhī apnē puruṣhārth kē liē .
142All the notes you write are only for your own efforts.
129Vāstav mē̃ yah samajhnē key|kī bāt hai .
143In fact, all of this is a matter of understanding.
130Śhivbābā tumkō patra likhnē kē liē yah pencil ādi uṭhātē haĩ , bachchē samajhē̃gē śhivbābā K|kē lāl akṣhar āyē haĩ .
144Shiv Baba does not write with a pen, etc. 145He picks up a pencil to write to you. 146You then understand that the letter in red writing has come to you from Shiv Baba.
131Bāp likhtē haĩ rūhānī bachchē .
147The Father writes: Spiritual children!
132Bachchē bhī samajhtē haĩ rūhānī bābā .
148You children also understand that it is from your spiritual Father.
133Vah bahut ūñch tē ūñch hai , unkī mat par chalnā hai .
149He is the Highest on High. 150You have to follow His directions.
134Bāp kahtē haĩ kām mahāśhatru hai .
151The Father says: Lust is your greatest enemy.
135Yah ādi-madhy-ant duḥkh dēnē vālā hai .
152It causes sorrow from the time it starts through the middle to the end.
136Us bhūt K|kē vaśh mat hō .
153Do not be influenced by that evil spirit.
137Pavitra banō .
154Become pure!
138Bulātē bhī haĩ hē patit-pāvan .
155People call out: “O Purifier!”
139Tum bachchō̃ kō abhī baṛī tākat miltī hai , rājya karnē key|kī . 140Jō kōī jīt pā na sakē .
156You children receive great strength in order to rule so that no one can conquer you.
141Tum kitnē sukhī bantē hō .
157You become so happy.
142Tō is paṛhāī par kitnā attention dēnā chāhiē .
158Therefore, you should pay a great deal of attention to this study.
143Hamkō bādśhāhī miltī hai .
159“We are receiving our kingdom.”
144Tum jāntē hō ham kyā sē kyā ban rahē haĩ .
160You know what you are changing into from what you were.
145Bhagvānuvāch hai nā . 146Maĩ tumkō rājyōg sikhlātā hū̃ , rājāō̃ kā rājā banātā hū̃ .
161The versions of God say, “I teach you Raja Yoga and make you into the king of kings.”
147Bhagvān kiskō kahā jātā hai , yah bhī kiskō patā nahī̃ hai .
162No one knows who God is.
148Ātmā pukārtī hai - ō bābā !
163Souls call out: “O Baba!”
149Tō mālūm hōnā chāhiē nā - vah kab aur kaisē āyēṅgē ?
164Therefore, they should know how and when He comes.
150Manuṣhya hī tō drama K|kē ādi-madhy-ant , duration ādi kō jānē̃gē nā .
165Only human beings would know the beginning, middle and end of the drama and its duration.
151Jānnē sē tum dēvtā ban jātē hō .
166By knowing this, you become deities.
152Gyān hai hī sadgati kē liē .
167This knowledge is for receiving salvation.
153Is samay hai kaliyug kā ant .
168It is now the end of the iron age.
154Sab durgati mē̃ haĩ .
169Everyone is in a state of degradation.
155Satyug mē̃ hōtī hai sadgati .
170In the golden age, there is salvation.
156Abhī tum jāntē hō bābā āyā huā hai - sarv key|kī sadgati karnē .
171You now know that Baba has come to grant everyone salvation.
157Sabkō jagānē āyē haĩ .
172He has come to awaken everyone.
158Kōī kabra thōṛēhī hai . 159Parantu ghōr andhiyārē mē̃ paṛē haĩ , unkō jagānē ātē haĩ .
173This is not a graveyard, but everyone is in extreme darkness. 174Therefore, He comes to awaken them.
160Jō bachchē ghōr nīnd sē jag jātē haĩ unkē andar khuśhī bahut hōtī hai , ham śhivbābā K|kē bachchē haĩ , kōī kisma kā phikra nahī̃ hai .
175The children who awaken from their deep slumber experience a great deal of happiness knowing that they are the children of Shiv Baba and that they have no worries of any kind.
161Bāp hamkō viśhva kā mālik banātē haĩ . 162Rōnē kā nām nahī̃ .
176The Father is making us into the masters of the world where there is no mention of crying.
163Yah hai rōnē key|kī duniyā .
177This is a world of crying.
164Vah hai harṣhit rahnē key|kī duniyā .
178That is a world of cheerfulness.
165Unhō̃ K|kē chitra dēkhō kaisē śhōbhnik hãsmukh banātē haĩ .
179Look how beautiful and cheerful their faces are in the pictures.
166Vah features tō yahā̃ nikāl na sakē̃ .
180Their features cannot be depicted identically here.
167Buddhi sē samajhtē haĩ in jaisē features dēkhnē mē̃ ātē haĩ .
181Your intellects can understand that their features must be something like that.
168Tum mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ kō abhī smr̥iti āī hai ki bhaviṣhya mē̃ amarpurī K|kē ham prince banē̃gē .
182You sweetest children now remember that you are becoming the future princes of that land of immortality.
169Is mr̥ityulōk kō , is bhambhōr kō āg lagnī hai .
183This land of death, this haystack, has to be set on fire.
170Civil war mē̃ bhī ēk-dō kō mārtē kaisē haĩ , kiskō ham mārtē haĩ vah bhī patā nahī̃ paṛtā hai .
184In a civil war, they continue to kill one another without even realising whom they are killing.
171Hāhākār kē bād jayjaykār hōnī hai .
185After the cries of distress, there will be cries of victory.
172Tumhārī vijay , bākī sab vināśh hō jāyēṅgē .
186There will be victory for you and everyone else will be destroyed.
173Rūdra key|kī mālā mē̃ pirōkar phir viṣhṇu key|kī mālā mē̃ pirōyē jāyēṅgē .
187You will be threaded in the rosary of Rudra and then in the rosary of Vishnu.
174Abhī tum puruṣhārth kartē hō apnē ghar jānē kē liē .
188You are now making effort to return home.
175Bhakti kā kitnā phailāv hai .
189Devotion has spread so much.
176Jaisē jhāṛ K|kē anēk pattē hōtē haĩ vaisē bhakti kā phailāv hai .
190Devotion has spread like a tree with so many leaves. 191The seed is this knowledge.
177Bīj hai gyān .
192A seed is so tiny.
178Bīj kitnā chhōṭā hai .
193This Seed is Baba.
179Bīj hai bābā , is jhāṛ key|kī sthāpanā , pālnā aur vināśh kaisē hōtā hai , yah tum jāntē hō .
194You now know how this tree grows, how it is sustained and how it is destroyed.
180Yah variety dharmō̃ kā ulṭā jhāṛ hai .
195This is an inverted tree of the variety of religions.
181Duniyā mē̃ ēk bhī nahī̃ jāntē .
196Not a single person in the world knows this.
182Ab bachchō̃ kō bahut mēhnat karnī hai bāp kō yād karnē key|kī , tō vikarma vināśh hō .
197You children now have to make a lot of effort to remember the Father so that your sins can be absolved.
183Vah gītā sunānē vālē bhī kahtē haĩ manmanābhav .
198The people who recite the Gita also say: “Manmanabhav!
184Sab dēh K|kē dharm chhōṛ apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karō .
199Renounce all bodily religions, consider yourself to be a soul and remember the Father!”
185Manuṣhya iskā arth|earth thōṛēhī samajhtē haĩ .
200However, no one understands the real meaning of that.
186Vah hai hī bhakti mārg .
201That belongs to the path of devotion.
187Yah hai gyān mārg .
202This path is of this knowledge.
188Yah rājdhānī sthāpan hō rahī hai .
203A kingdom is being established.
189Phikra key|kī kōī bāt nahī̃ , jisnē thōṛā bhī gyān sunā tō prajā mē̃ ā jāyēṅgē .
204There is nothing to worry about. 205Those who have heard a little of this knowledge will become part of the subjects.
190Gyān kā vināśh nahī̃ hōtā hai .
206This knowledge can never be destroyed.
191Bākī jō yathārth jān puruṣhārth kartē haĩ vahī ūñch pad pātē haĩ .
207Those who know this accurately and make effort will claim a high status.
192Yah buddhi mē̃ samajh hai nā . 193Ham prince bannē vālē haĩ , naī duniyā mē̃ .
208Your intellects understand that we are going to become the princes of that new world.
194Student imtahān pās|pass kartē haĩ tō unkō kitnī khuśhī hōtī hai .
209When students pass their examinations, they become so happy.
195Tumkō tō hajār bār jāstī atīndriya sukh hōnā chāhiē . 196Ham sārē viśhva K|kē mālik bantē haĩ .
210You should experience a thousand-fold greater supersensuous joy: you are becoming the masters of the whole world.
197Kōī bhī bāt mē̃ kabhī rūṭhnā nahī̃ hai .
211You must never sulk in any situation.
198Brāhmaṇī sē nahī̃ bantī hai , bāp sē rūṭhtē haĩ , arē tum bāp sē buddhi kā yōg lagāō nā .
212If you are unable to get on with your Brahmin teacher, you then sulk with the Father. 213Oh! 214Connect your intellect in yoga to the Father.
199Unkō tō pyār sē yād karō .
215Remember Him with a lot of love.
200Bābā bas āpkō hī yād kartē-kartē ham ghar ā jāyēṅgē .
216“Baba, I will continue to remember You and return home.”
201Achchhā .
217Achcha.
202Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
218To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
203Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
219The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
204Dhārṇā kē liē mukhya sār :
220Essence for dharna:
2051 ) kisī bhī bāt kā phikra nahī̃ karnā hai , sadā harṣhit rahnā hai .
221 1. Don’t worry about anything. 222Remain constantly cheerful.
206Smr̥iti rahē ham śhivbābā K|kē bachchē haĩ , bāp āyē haĩ hamē̃ viśhva kā mālik banānē .
223Remain constantly aware that you are Shiv Baba’s children and that the Father has come to make you into the masters of the world.
2072 ) apnī avasthā kō ēkras banānē kē liē dēhī-abhimānī bannē kā puruṣhārth karnā hai .
224 2. In order to make your stage constant, make effort to become soul conscious.
208Is purānē ghar sē mamatva nikāl dēnā hai .
225Remove all your attachment from this old home.
Blessing
209Vardān : manan śhakti dvārā buddhi kō śhaktiśhālī banānē vālē master sarvśhaktimān bhav
226Blessing: May you make your intellect powerful with the power of churning and become a master almighty authority.
210Manan śhakti hī divya buddhi key|kī khurāk hai .
227 Thepower of churning gives nourishment to make your intellect divine.
211Jaisē bhakti mē̃ simraṇ karnē K|kē abhyāsī haĩ , aisē gyān mē̃ smr̥iti key|kī śhakti hai .
228Just as people practise remembering on the path of devotion, in the same way, in this knowledge, there is the power of churning.
212Is śhakti dvārā master sarvśhaktimān banō .
229You will become a master almighty authority by using this power.
213Rōz amr̥itvēlē apnē ēk title kō smr̥iti mē̃ lāō aur manan kartē rahō tō manan śhakti sē buddhi śhaktiśhālī rahēgī .
230Every day at amrit vela, bring one of your titles into your awareness and continue to churn that. 231Your intellect will remain powerful with this churning.
214Śhaktiśhālī buddhi kē ūpar māyā kā war|vār nahī̃ hō saktā , parvaśh nahī̃ hō saktē kyōṅki māyā sabsē pahlē vyarth saṅkalp rūpī vāṇ dvārā divyabuddhi kō hī kamjōr banātī hai , is kamjōrī sē bachnē kā sādhan hī hai manan śhakti .
232Maya cannot attack a powerful intellect - it cannot be influenced. 233Maya first of all weakens your divine intellect with an arrow of waste thoughts. 234The way to protect yourself from this weakness is to use the power of churning.
Slogan
215Slōgan : āgyākārī bachchē hī duāō̃ K|kē pātr haĩ , duāō̃ kā prabhāv dil kō sadā santuṣhṭ rakhtā hai .
235Slogan: Obedient children are worthy of receiving blessings and the influence of those blessings keeps your heart constantly content.
236*** Om Shanti ***
216Avyakt iśārē-ātmik sthiti mē̃ rahnē kā abhyās karō , antarmukhī banō
237Avyakt Signal: Practise being in the stage of soul consciousness, be introverted.
217Sadā bēhad key|kī ātmik dr̥iṣhṭi , bhāī-bhāī K|kē sambandh key|kī vr̥itti sē kisī bhī ātmā kē prati śhubh bhāvnā rakhnē kā phal jarūr prāpt hōtā hai isliē puruṣhārth sē thakō nahī̃ , dilśhikasta bhī nahī̃ banō .
238Constantly have unlimited soul-conscious vision and an attitude of brotherhood in your relationships and also have good wishes for all souls, and you will definitely receive the fruit of that. 239Therefore, do not get tired of making effort. 240Do not become disheartened.
218Niśhchaybuddhi hō , mērēpan K|kē sambandh sē nyārē hō śhānti aur śhakti kā sahyōg ātmāō̃ kō dētē rahō .
241Let your intellect have faith and become detached from the consciousness of “mine” and you will continue to give souls the co-operation of peace and power.