शुक्रवार 13 जून 2025 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
013-06-2025 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 13/06/25 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - is bēhad K|kē khēl mē̃ tum ātmā rūpī actor pārṭdhārī hō , tumhārā nivās sthān hai - sweet silence home , jahā̃ ab jānā hai ' '
1Essence: Sweet children, you souls are actors in this unlimited play. 2That sweet silence home is your place of residence to where you now have to return.
Question
2Praśhna : jō drama K|kē khēl kō yathārth rīti jāntē haĩ , unkē mukh sē kaun sē śhabda nahī̃ nikal saktē haĩ ?
3Question: What words cannot emerge from the lips of those who understand this drama accurately?
Answer
3Uttar : yah aisā nahī̃ hōtā thā tō aisē hōtā … yah hōnā nahī̃ chāhiē - aisē śhabda drama K|kē khēl kō jānnē vālē nahī̃ kahē̃gē .
4Answer: “It would have been better if it hadn’t been like that! 5This should not happen!” 6Those who understand this drama will not speak such words.
4Tum bachchē jāntē hō yah drama kā khēl jū̃ misal phirtā rahtā hai , jō kuchh hōtā hai sab drama mē̃ nūndh hai , kōī phikra key|kī bāt nahī̃ hai .
7You children know that the drama continues to move like a louse. 8Whatever happens, it is fixed in the drama. 9There is nothing to worry about.
Murli
5Ōm śhānti .
10Om shanti.
6Bāp jab apnā parichay bachchō̃ kō dētē haĩ tō bachchō̃ kō apnā parichay bhī mil jātā hai .
11When the Father gives you children His own introduction, you children also receive your own introduction.
7Sab bachchē bahut samay dēh-abhimānī hōkar rahtē haĩ .
12All the children have remained body conscious for a long time.
8Dēhī-abhimānī hō̃ tō bāp kā yathārth parichay hō .
13If you had become soul conscious, you would have had the accurate introduction of the Father.
9Parantu drama mē̃ aisē hai nahī̃ .
14However, it is not like that in the drama.
10Bhal kahtē bhī haĩ bhagvān god father hai , rachtā hai , parantu jāntē nahī̃ haĩ .
15Although they say that God is God, the Father and the Creator, they don’t know Him.
11Śhivliṅg kā chitra bhī hai , parantu itnā baṛā tō vah hai nahī̃ .
16There is also a large oval image of Shiva. 17However, He is not as large as that.
12Yathārth rīti na jānnē K|kē kāraṇ bāp kō bhūl jātē haĩ .
18Because of not knowing the Father accurately, they forget Him.
13Bāp hai bhī rachtā , jarūr rachē̃gē bhī naī duniyā , tō jarūr ham bachchō̃ kō naī duniyā key|kī rājdhānī kā varsā hōnā chāhiē .
19The Father is the Creator and so He would surely create the new world. 20Therefore, we children should definitely receive our inheritance of the kingdom of the new world.
14Svarg kā nām bhī bhārat mē̃ maśhhūr hai , parantu samajhtē kuchh bhī nahī̃ .
21The name “heaven” is also famous in Bharat, but people don’t understand anything.
15Kahtē haĩ phalānā marā svarg padhārā .
22When someone dies, they say that he has gone to heaven.
16Ab aisē kabhī hōtā hai kyā .
23Does this ever happen?
17Abhī tum samajhtē hō ham sab tuchchh buddhi thē , number-vār tō kahē̃gē nā .
24You now understand that all of us had degraded intellects; although this is said to be numberwise.
18Mukhya kē liē hī samjhānī hai ki maĩ inmē̃ ātā hū̃ , bahut janmō̃ vālē antim śharīr mē̃ .
25When it is explained that God enters the body of this one in the last of his many births, it refers to the first main one.
19Yah hai number one .
26This one is number one.
20Bachchē samajhtē haĩ abhī ham unkē bachchē brāhmaṇ ban gayē .
27You children understand that you have now become Brahmins, his children.
21Yah sab haĩ samajh key|kī bātē̃ .
28All of these aspects have to be understood.
22Bāp itnē samay sē samjhātē hī rahtē haĩ .
29The Father has been explaining for so long.
23Nahī̃ tō second key|kī bāt hai bāp kō pahchānnā .
30In fact, recognising the Father is really a matter of a second.
24Bāp kahtē haĩ mujhē yād karē̃gē tō tumhārē vikarma vināśh hōṅgē .
31The Father says: Remember Me and your sins will be absolved.
25Niśhchay hō gayā phir kōī bhī bāt mē̃ praśhna ādi uṭh nahī̃ saktā .
32Once you have faith, no question should arise about any aspect.
26Bāp nē samjhāyā hai - tum pāvan thē jab śhāntidhām mē̃ thē .
33The Father has explained that you were pure when you were in the land of peace.
27Yah bātē̃ bhī tum hī bāp dvārā suntē hō .
34It is from the Father that you hear these things.
28Dūsrā kōī sunā na sakē .
35No one else could tell you them.
29Tum jāntē hō ham ātmāyē̃ kahā̃ key|kī rahvāsī haĩ . 30Jaisē nāṭak K|kē actors kahē̃gē ham yahā̃ K|kē rahvāsī haĩ , kapṛā badalkar stage par ā jāyēṅgē .
36You souls know where you reside, just as actors in a play say that they live at such-and-such a place. 37They change their clothes and go on to a stage.
31Abhī tum samajhtē hō ham yahā̃ K|kē rahvāsī nahī̃ hai .
38You now understand that you are not residents of this place.
32Yah ēk nāṭakśhālā hai .
39This is a theatre.
33Yah abhī buddhi mē̃ āyā hai ki ham mūlvatan K|kē nivāsī haĩ , jiskō sweet silence home kahā jātā hai .
40It has now entered your intellects that you are residents of that incorporeal world, which is called the sweet silence home.
34Iskē liē hī sab chāhtē haĩ kyōṅki ātmā duḥkhī hai nā .
41Everyone wants to go there because all souls are unhappy.
35Tō kahtē haĩ ham kaisē vāpis ghar jāyē̃ .
42Therefore, they ask: “How can we return home again?”
36Ghar kā patā na hōnē K|kē kāraṇ bhaṭaktē haĩ .
43They are wandering around because they do not know the way back home.
37Abhī tum bhaṭaknē sē chhūṭē .
44You have now been liberated from wandering around.
38Bachchō̃ kō mālūm paṛ gayā hai , abhī tumkō sachmuch ghar jānā hai .
45You children understand that you now truly do have to go back home.
39Aham ātmā kitnī chhōṭī bindī haĩ .
46“I, a soul, am such a tiny point.”
40Yah bhī wonder hai jiskō kudrat kahā jātā hai .
47This too is a wonder of nature.
41Itnī chhōṭī bindī mē̃ itnā part bharā huā hai .
48Such tiny points have such huge parts recorded in them.
42Parampitā paramātmā kaisē part bajātē haĩ , yah bhī tum jān gayē hō .
49You also know how the Supreme Father, the Supreme Soul, plays His part.
43Sabsē mukhya pārṭdhārī vah hai , karan-karāvanhār hai nā .
50He is the main Actor; He is Karankaravanhar.
44Tum mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ kō yah abhī samajh mē̃ āyā hai ki ham ātmāyē̃ śhāntidhām sē ātī haĩ .
51You sweet children now understand that you came from the land of peace.
45Ātmāyē̃ kōī naī thōṛēhī nikaltī haĩ , jō śharīr mē̃ pravēśh kartī haĩ . 46Nahī̃ .
52A soul doesn’t emerge new from somewhere and enter a body; no.
47Ātmāyē̃ sabhī sweet home mē̃ rahtī haĩ .
53All souls live in that sweet home.
48Vahā̃ sē ātī haĩ part bajānē .
54They come from there to play their parts.
49Sabhī kō part bajānā hai .
55Everyone has a part to play.
50Yah khēl hai .
56This is a play.
51Yah sūrya , chānd , stars ādi kyā haĩ !
57What are the sun, moon and stars, etc.?
52Yah sab battiyā̃ haĩ , jismē̃ rāt aur din kā khēl chaltā hai .
58They are all the lighting under which the play of night and day is performed.
53Kaī kahtē haĩ sūrya dēvtāē namaḥ , chandramā dēvtāē namaḥ . . . parantu vāstav mē̃ yah kōī dēvtāyē̃ haĩ nahī̃ .
59Some say: “Salutations to the sun deity. 60Salutations to the moon deity.” 61However, the sun and moon are not deities.
54Is khēl kā kiskō mālūm nahī̃ hai .
62No one knows about this play.
55Sūrya chānd kō bhī dēvtā kah dētē haĩ . 56Vāstav mē̃ yah is sārē viśhva nāṭak kē liē battiyā̃ haĩ .
63They even refer to the sun and moon as deities but, in fact, they are the lights for the whole world play.
57Ham rahvāsī haĩ sweet silence home K|kē .
64We are residents of that sweet silence home.
58Yahā̃ ham part bajā rahē haĩ , yah jū̃ misal chakra phirtā rahtā hai , jō kuchh hōtā hai drama mē̃ nūndh hai .
65We are playing our parts here. 66This cycle continues to move like a louse. 67Whatever happens, it is fixed in the drama.
59Aisē nahī̃ kahnā chāhiē ki aisē nahī̃ hōtā thā tō aisē hōtā .
68You must not say: “It should not have been like this; it should have been like that.”
60Yah tō drama hai nā .
69This is a drama.
61Mislā jaisē tumhārī mā̃ thī , khyāl mē̃ tō nahī̃ thā nā ki chalī jāyēgī .
70For example, you never thought that your mother (Mama) would leave you.
62Achchhā , śharīr chhōṛ diyā - drama .
71OK, she left her body. 72Drama!
63Ab apnā nayā part bajā rahī hai .
73She is now playing her new part.
64Phikra key|kī kōī bāt nahī̃ .
74There is nothing to worry about.
65Yahā̃ tum sab bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ hai ham actors haĩ , yah hār aur jīt kā khēl hai .
75It is in the intellects of all you children that each of you is an actor here. 76This is a play about victory and defeat.
66Yah hār-jīt kā khēl māyā par ādhārit hai . 67Māyā sē hārē hār hai aur māyā sē jītē jīt .
77This play of victory and defeat is based on Maya; when you are defeated by Maya, you are completely defeated and, when you conquer Maya, you completely conquer everything.
68Yah gātē tō sab haĩ parantu buddhi mē̃ gyān zarā bhī nahī̃ hai .
78They all sing this, but none of them has any of this knowledge in their intellects.
69Tum jāntē hō māyā kyā chīz hai , yah tō rāvaṇ hai , jiskō hī māyā kahā jātā hai .
79You know what Maya is. 80Maya is also called Ravan.
70Dhan kō sampatti kahā jātā . 71Dhan kō māyā nahī̃ kahē̃gē .
81Wealth is called prosperity; it cannot be called Maya.
72Manuṣhya samajhtē haĩ inkē pās|pass bahut dhan hai . 73Tō kah dētē māyā kā naśhā hai .
82People think that so-and-so has a great deal of wealth and so they say: “He has the intoxication of Maya.”
74Lēkin māyā kā naśhā hōtā hai kyā !
83However, can there be intoxication of Maya?
75Māyā kō tō ham jītnē key|kī kōśhiśh kartē haĩ .
84We are trying to conquer Maya.
76Tō ismē̃ kōī bhī bāt mē̃ sanśhay nahī̃ uṭhnā chāhiē .
85Therefore, never have any doubts about any of these aspects.
77Kachchī avasthā hōnē K|kē kāraṇ hī sanśhay uṭhtā hai .
86It is when your stage becomes weak that doubts arise.
78Abhī bhagvānuvāch hai - kiskē prati ?
87God is now speaking. 88To whom?
79Ātmāō̃ kē prati .
89To you souls.
80Bhagvān tō jarūr śhiv hī chāhiē jō ātmāō̃ prati kahē .
90Only Shiva is God and only He can speak to souls.
81Śhrīkr̥iṣhṇa tō dēhdhārī hai , vah ātmāō̃ prati kaisē kahē̃gē .
91Shri Krishna is a bodily being. 92How could he speak to souls?
82Tumkō kōī dēhdhārī gyān nahī̃ sunātē haĩ .
93No bodily being gives you this knowledge.
83Bāp kō tō dēh hai nahī̃ .
94The Father doesn’t have a body.
84Aur tō sabkō dēh hai , jinkī pūjā kartē haĩ unkō yād karnā tō sahaj hai .
95Each of those others has a body, which is worshipped. 96It is easy to remember them.
85Brahmā , viṣhṇu , śhaṅkar kō kahē̃gē dēvtā .
97Brahma, Vishnu and Shankar are called deities.
86Śhiv kō bhagvān kahtē haĩ .
98Shiva is called God.
87Ūñch tē ūñch bhagvān , unkō dēh hai nahī̃ .
99God, the Highest on High, doesn’t have a body.
88Yah bhī tum jāntē hō jab mūlvatan mē̃ ātmāē̃ thī tō tumkō dēh thī ?
100You souls know that when you were in that incorporeal world, you didn't have bodies.
89Nahī̃ . 90Tum ātmāyē̃ thī .
101No; only souls are there.
91Yah bābā bhī ātmā hai .
102That Baba is also a soul.
92Sirph vah param hai , inkā part gāyā huā hai .
103The only difference is that He is the Supreme. 104His part has been praised.
93Part bajākar gayē haĩ , tab hī pūjā hōtī hai .
105It is because He played a part and departed that He is worshipped.
94Parantu ēk bhī manuṣhya nahī̃ jiskō yah mālūm hō - 5 hazār varṣh pahlē bhī parampitā paramātmā rachtā āyā thā , vah hai hī heavenly god father .
106However, there isn’t a single human being who knows that the Supreme Father, the Supreme Soul, the Creator, came here 5000 years ago. 107He is Heavenly God, the Father.
95Her|har 5 hazār varṣh bād kalp K|kē saṅgam par vah ātē haĩ , parantu kalp key|kī āyu lambī-chauṛī kar dēnē sē sab bhūl gayē haĩ .
108He comes every 5000 years, at the confluence of the cycles, but, because the duration of the cycle has been extended, they have forgotten everything.
96Tum bachchō̃ kō bāp baiṭh samjhātē haĩ , tum khud kahtē hō bābā ham āpsē kalp-kalp miltē haĩ aur āpsē varsā lētē haĩ , phir kaisē ganvātē haĩ - yah buddhi mē̃ hai .
109The Father sits here and explains to you children. 110You yourselves say: Baba, we meet You every cycle and claim our inheritance from You. 111It is also in your intellects how you then lose that.
97Gyān tō anēk prakār K|kē haĩ parantu gyān kā sāgar bhagvān kō hī kahā jātā hai .
112There are many types of knowledge, but only God can be called the Ocean of Knowledge.
98Ab yah bhī sab samajhtē haĩ - vināśh hōgā jarūr .
113Everyone knows that destruction will definitely take place.
99Āgē bhī vināśh huā thā . 100Kaisē huā thā - yah kiskō bhī patā nahī̃ hai .
114Destruction also took place previously, but no one knows how it took place.
101Śhāstrō̃ mē̃ tō vināśh kē bārē mē̃ kyā-kyā likh diyā hai .
115Just look at the things about destruction that have been written in the scriptures.
102Pāṇḍav aur kauravō̃ key|kī yuddha kaisē hō saktī !
116How can there be a war between the Pandavas and the Kauravas?
103Abhī tum brāhmaṇ hō saṅgamyug par .
117You Brahmins are now at the confluence age.
104Brāhmaṇō̃ key|kī tō kōī laṛāī hai nahī̃ .
118There is no war of Brahmins.
105Bāp kahtē haĩ tum hamārē bachchē hō nonviolence , double ahiṃsak .
119The Father says: You are My non-violent children; you are doubly non-violent.
106Abhī tum nirvikārī ban rahē hō .
120You are now becoming viceless.
107Tum hī bāp sē kalp-kalp varsā lētē hō .
121You are the ones who claim the inheritance from the Father every cycle.
108Ismē̃ kuchh bhī taklīph key|kī bāt nahī̃ .
122There is no question of difficulty in this.
109Knowledge baṛī sahaj hai .
123This knowledge is very easy.
11084 janmō̃ kā chakra tumhārī buddhi mē̃ hai .
124The cycle of 84 births is in your intellects.
111Abhī nāṭak pūrā hōtā hai , bākī thōṛā time hai .
125The play is now coming to an end and very little time remains.
112Tum jāntē hō - abhī aisā samay ānē vālā hai jō sāhūkārō̃ kō bhī anāj nahī̃ milēgā , pānī nahī̃ milēgā .
126You know that the time is now to come when even the wealthy won’t be able to get food or water.
113Iskō kahā jātā hai duḥkh K|kē pahāṛ , khūnē nāhēk khēl hai nā . 114Itnē sab khatm hō jāyēṅgē .
127This is known as mountains of sorrow. 128There will also be bloodshed without cause; so many will die.
115Kōī bhūl kartē haĩ tō unkō daṇḍ miltā hai , inhōnnē kyā bhūl kī hai ?
129When someone makes a mistake, there is punishment.
116Sirph ēk hī bhūl kī hai , jō bāp kō bhūlē haĩ .
130What mistake did they make? 131They just made the one mistake of forgetting the Father.
117Tum tō bāp sē rājāī lē rahē hō .
132You are claiming your kingdom from the Father.
118Bākī manuṣhya tō samajhtē haĩ marē ki marē .
133However, all other human beings believe that they are about to die.
119Mahābhārat laṛāī thōṛī bhī śhurū huī tō mar jāyēṅgē .
134Even when the Mahabharat War just begins, they will die.
120Tum tō jītē hō nā .
135You will still continue to live.
121Tum transfer hōkar amarlōk mē̃ jātē hō , is paṛhāī kī tākat sē .
136You are to be transferred to that land of immortality on the strength of this study.
122Paṛhāī kō source of income kahā jātā hai .
137A study is called a source of income.
123Śhāstrō̃ key|kī bhī paṛhāī hai , ussē bhī income hōtī hai , parantu vah paṛhāī hai bhakti key|kī .
138There is also the study of scriptures; there is an income through that too. 139However, that is a study of devotion.
124Ab bāp kahtē haĩ maĩ tumkō in lakṣhmī-nārāyaṇ jaisā banātā hū̃ .
140The Father says: I am now making you become like Lakshmi and Narayan.
125Tum abhī svachchha buddhi bantē hō .
141You are now becoming those with clean intellects.
126Tum jāntē hō ham ūñch tē ūñch bantē haĩ , phir punarjanma lētē-lētē nīchē utartē haĩ . 127Nayē sē purānā hōtā hai .
142You know that you are becoming the highest on high and that, while taking rebirth, you will then gradually come down; you change from new to old.
128Sīṛhī jarūr utarnī paṛē nā .
143You definitely do have to descend the ladder.
129Abhī sr̥iṣhṭi key|kī bhī utartī kalā hai .
144The stage of the world is also now descending.
130Chaṛhtī kalā thī tō in dēvtāō̃ kā rājya thā , svarg thā .
145When its stage had ascended, it became the kingdom of deities; it was heaven.
131Abhī nark hai .
146It is now hell.
132Abhī tum phir sē puruṣhārth kar rahē hō - svargvāsī bannē kē liē .
147You are now once again making effort to become the residents of heaven.
133Bābā-bābā kartē rahtē hō .
148You continue to say, “Baba, Baba”.
134Ō god father kah pukārtē haĩ parantu yah thōṛēhī samajhtē ki vah ātmāō̃ kā bāp ūñch tē ūñch hai , ham unkē bachchē phir duḥkhī kyō̃ ?
149People call out to Him, “O God, the Father!" but they don’t understand that He is the Father of all souls, the Highest on High. 150Therefore, why should they, His children, be unhappy?
135Abhī tum samajhtē hō duḥkhī bhī hōnā hī hai .
151You now understand that everyone had to become unhappy.
136Yah sukh aur duḥkh kā khēl hai nā .
152This play is about happiness and sorrow.
137Jīt mē̃ sukh hai , hār mē̃ duḥkh hai .
153There is happiness in victory and sorrow in defeat.
138Bāp nē rājya diyā , rāvaṇ nē chhīn liyā .
154The Father gave you the kingdom and Ravan snatched it away from you.
139Abhī tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ hai - bāp sē hamkō svarg kā varsā miltā rahtā hai .
155It is now in the intellects of you children that you continue to receive your inheritance of heaven from the Father.
140Bāp āyā huā hai , abhī sirph bāp kō yād karnā hai tō pāp kaṭ jāyē̃ .
156The Father has come. 157Now, just remember the Father and your sins will be cut away.
141Janma-janmāntar kā sir par bōjhā hai nā .
158There is a burden of sins of many births on your heads.
142Yah bhī tum jāntē hō , tum kōī bahut duḥkhī nahī̃ hōtē hō . 143Kuchh sukh bhī hai - āṭē mē̃ namak . 144Jiskō kāg viṣhṭā samān sukh kahā jātā hai .
159You also know that you don’t experience too much sorrow; there is also a little happiness, like a pinch of salt in a sackful of flour, which is called happiness like the droppings of a crow.
145Tum jāntē hō sarv kā sadgati dātā ēk hī bāp hai .
160You know that only the one Father is the Bestower of Salvation for all.
146Jagat kā gurū bhī ēk ṭhaharā|ṭhahrā .
161The Guru of the World is also only that One.
147Vānaprasth mē̃ gurū kiyā jātā hai .
162A guru is adopted in one's stage of retirement.
148Abhī tō chhōṭē kō bhī gurū karā dētē ki agar mar jāyē tō sadgati kō pāyēṅgē .
163Now, even little children are made to adopt a guru so that if they die young, they would attain salvation.
149Bāp kahtē haĩ vāstav mē̃ kiskō bhī gurū nahī̃ kah saktē .
164The Father says: In fact, no one should be called a guru.
150Gurū vah jō sadgati dē .
165A guru is one who grants salvation.
151Sadgati dātā tō ēk hī hai .
166The Bestower of Salvation is only the One.
152Bākī Christ , buddha ādi kōī bhī gurū nahī̃ .
167Christ, Buddha, etc. are not gurus.
153Vē|way ātē haĩ tō sabkō sadgati miltī hai kyā !
168Does everyone receive salvation when they come?
154Christ āyā , unkē pīchhē sab ānē lagē .
169When Christ came, all the others of his religion started to follow him down.
155Jō bhī us dharm K|kē thē . 156Phir unkō gurū kaisē kahē̃gē , jabki lē ānē liē nimitt banē haĩ .
170Therefore, since he became an instrument to bring the others down, how could he be called a guru?
157Patit-pāvan ēk hī bāp kō kahtē haĩ , vah sabkō vāpis lē jānē vālā hai .
171Only the one Father is called the Purifier. 172He will take everyone back home.
158Sthāpanā bhī kartē haĩ , sirph sabkō lē jāyē̃ tō pralay hō jāyē .
173He also carries out establishment. 174If He were only to take everyone simply back home, there would be annihilation.
159Pralay tō hōtī nahī̃ .
175However, annihilation does not take place.
160Sarv śhāstramaī śhirōmaṇī śhrīmad bhagavat gītā gāī huī hai .
176The Gita is remembered as the mother of all scriptures, the jewel of all scriptures, the versions of God.
161Gāyan hai - yadā yadāhi . . . . .
177It is remembered: “Whenever there is defamation of religion, I come.”
162Bhārat mē̃ hī bāp ātē haĩ .
178The Father only comes in Bharat.
163Svarg kī bādśhāhī dēnē vālā bāp hai unkō bhī sarvavyāpī kah dētē haĩ .
179People call the Father, who gives you the kingdom of heaven, omnipresent.
164Abhī tum bachchō̃ kō khuśhī hai ki naī duniyā mē̃ sārē viśhva par ēk hamārā hī rājya hōgā .
180You children now have the happiness that there will only be your kingdom in the whole of the new world.
165Us rājya kō kōī chhīn nahī̃ saktā .
181No one can snatch that kingdom away from you.
166Yahā̃ tō ṭukṛē-ṭukṛē par āpas mē̃ kitnā laṛtē rahtē haĩ .
182Here, people fight so much with one another over a small piece of land.
167Tumkō tō mazā hai .
183You have great pleasure.
168Khaggiyā̃ mārnī hai .
184You should jump with joy and dance in happiness.
169Kalp-kalp bābā sē ham varsā lētē haĩ tō kitnī khuśhī hōnī chāhiē .
185Since you claim your inheritance from the Father every cycle, there should be so much happiness.
170Bāp kahtē haĩ mujhē yād karō phir bhī bhūl jātē haĩ .
186The Father says “Remember Me!” and yet you forget.
171Kahtē haĩ - bābā yōg ṭūṭ jātā hai .
187You say: “Baba, my yoga breaks.”
172Bābā nē kahā hai yōg akṣhar nikāl dō .
188Baba has told you to remove the word “yoga”.
173Vah tō śhāstrō̃ kā akṣhar hai .
189That word belongs to the scriptures.
174Bāp kahtē haĩ - mujhē yād karō .
190The Father says: Remember Me!
175Yōg bhakti mārg kā akṣhar hai .
191Yoga is a word from the path of devotion.
176Bāp sē bādśhāhī miltī hai svarg key|kī , unkō tum yād nahī̃ karē̃gē tō vikarma vināśh kaisē hōṅgē .
192You receive the sovereignty of the world from the Father. 193If you don’t remember Him, how would your sins be absolved?
177Rājāī kaisē milēgī .
194How would you receive your kingdom?
178Yād nahī̃ karē̃gē tō pad bhī kam hō paṛēgā , sazā bhī khāyēṅgē .
195You don’t even have the wisdom to realise that, if you have no remembrance, your status is reduced and there will have to be punishment.
179Yah bhī akla nahī̃ hai .
196You don’t have such wisdom.
180Itnē bēsamajh ban paṛē haĩ .
197You have become so senseless!
181Maĩ kalp-kalp tumkō kahtā hū̃ - māmēkam yād karō .
198I tell you every cycle: Remember Me alone.
182Jītē jī is duniyā sē mar jāō .
199Die alive and be dead to this world.
183Bāp kī yād sē tumhārē vikarma vināśh hōṅgē aur tum vijay mālā kā dānā ban jāyēṅgē .
200By having remembrance of the Father, your sins will be absolved and you will become a bead of the rosary of victory.
184Kitnā sahaj hai .
201It is so easy!
185Ūñch tē ūñch śhivbābā aur brahmā dōnō̃ highest haĩ .
202The Highest on High are Shiv Baba and Brahma; both are the highest.
186Vō pārlaukik aur yah alaukik .
203That One is parlokik and this one is alokik.
187Bilkul sādhāraṇ teacher hai .
204He is a very simple Teacher.
188Vah teachers phir bhī sazā dētē haĩ , yah tō puchkār dētē rahtē haĩ .
205Those teachers punish children, but that One only gives love.
189Kahtē haĩ - mīṭhē bachchē , bāp kō yād karō , satōpradhān bannā hai .
206He says: Sweet children, remember the Father and become satopradhan.
190Patit-pāvan ēk hī bāp hai .
207Only the one Father is the Purifier.
191Gurū bhī vahī ṭhaharā|ṭhahrā aur kōī gurū hō na sakē .
208He is also the Guru. 209No one else can be a guru.
192Kahtē haĩ buddha pār nirvāṇ gayā - yah sab gapōṛā hai .
210It is said that Buddha went to the land beyond sound (Nirvana). 211All of that is a lie.
193Ēk bhī vāpis jā na sakē .
212Not a single one can return home.
194Sabkā drama mē̃ part hai .
213Everyone has a part to play in this drama.
195Kitnī viśhāl buddhi aur khuśhī rahnī chāhiē .
214You should have such broad and unlimited intellects and also have such great happiness.
196Ūpar sē lēkar sārā gyān buddhi mē̃ hai .
215All of this knowledge from the very top is in your intellects.
197Brāhmaṇ hī gyān uṭhātē haĩ .
216Only you Brahmins receive this knowledge.
198Na śhūdrō̃ mē̃ , na dēvtāō̃ mē̃ yah gyān hai .
217Neither shudras nor deities have this knowledge.
199Ab samajhnē vālā samajhē .
218Those who want to understand this will do so.
200Jō na samajhē unkā maut hai .
219It will be death for those who don’t understand.
201Pad bhī kam hō jāyēgā .
220Their status will also be reduced.
202School mē̃ bhī nahī̃ paṛhtē haĩ tō pad kam hō jātā hai .
221In a school, if students don’t study, their status is reduced.
203Alpha bābā , bē bādśhāhī .
222Baba is Alpha and beta is the kingdom.
204Ham phir sē apnī rājdhānī mē̃ jā rahē haĩ .
223We are once again going to our own kingdom.
205Yah purānī duniyā khatm hō jāyēgī .
224This old world is going to be destroyed.
206Achchhā .
225Achcha.
207Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā , bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
226To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
208Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
227The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
209Dhārṇā kē liē mukhya sār :
228Essence for dharna:
2101 ) bāp hamē̃ aisē nayē viśhva key|kī rājāī dētē haĩ jisē kōī bhī chhīn nahī̃ saktā - is khuśhī mē̃ khaggiyā̃ mārnī haĩ .
229 1. The Father gives us such a new kingdom of the world that no one can snatch it away from us. 230Continue to jump with joy and dance in the happiness of this.
2112 ) vijay mālā kā dānā bannē kē liē jītē jī is purānī duniyā sē marnā hai .
231 2. In order to become a bead of the rosary of victory, die a living death and be dead to this old world.
212Bāp kī yād sē vikarma vināśh karnē hai .
232Have your sins absolved by having remembrance of the Father.
Blessing
213Vardān : apnī powerful stage dvārā sarv key|kī śhubh kāmnāō̃ kō pūrṇ karnē vālē mahādānī bhav
233Blessing: May you be a great donor who fulfils the pure desires of everyone with your powerful stage.
214Pīchhē ānē vālī ātmāyē̃ thōṛē mē̃ hī rāzī hōṅgī , kyōṅki unkā part hī kanā-dānā lēnē kā hai .
234 Souls who come later will be content receiving just a little because their parts areto take just a little grain.
215Tō aisī ātmāō̃ kō unkī bhāvnā kā phal prāpt hō , kōī bhī vañchit na rahē , iskē liē abhī sē apnē mē̃ sarv śhaktiyā̃ jamā karō .
235In order for such souls to receive the fruit of their bhavna (devotional feelings) and for none of them to be deprived of it, you yourself must now accumulate all the powers.
216Jab āp apnī sampūrṇ powerful , mahādānī stage par sthit hōṅgē tō kisī bhī ātmā kō apnē sahyōg sē , mahādān dēnē K|kē kartavya K|kē ādhār sē , śhubh bhāvnā kā switch on kartē hī nazar sē nihāl kar dēgē .
236When you remain stable in your full and powerful stage of a great donor, you will be able to take any soul beyond with the co-operation of your vision, on the basis of your duty of giving the great donation and by putting on the switch of your good wishes.
Slogan
217Slōgan : sadā īśhvarīy maryādāō̃ par chaltē rahō tō maryādā puruṣhōttam ban jāyēṅgē .
237Slogan: Constantly continue to follow the Godly codes of conduct and you will become a most elevated being who follows the highest codes of conduct.
238*** Om Shanti ***
218Avyakt iśārē-ātmik sthiti mē̃ rahnē kā abhyās karō , antarmukhī banō
239Avyakt Signal:Practise being in the stage of soul consciousness, be introverted.
219Jab sēvā key|kī stage par jātē hō tō yah anubhav hōnā chāhiē ki yah ātmāyē̃ bahut samay K|kē antarmukhtā key|kī , rūhāniyat key|kī guphā sē nikalkar sēvā kē liē āī haĩ . 220Tapasvī rūp dikhāī dē .
240When you go onto the stage to do service, let others experience you as a soul who has come out of the cave of introversion and spirituality after a long time for the sake of doing service; let your tapaswi form be visible.
221Bēhad K|kē vairāgya key|kī rēkhāyē̃ sūrat sē dikhāī dē̃ .
241Let lines of unlimited disinterest be visible on your face.
242Together with being merciful, let the spiritual intoxication of the form of a Shakti also be visible.
222Jitnā hī ati rūhāb utnā hī ati rahm .
243Let there be as much deep spiritual intoxication as there is mercy.
223Aisī service kā abhī samay hai .
244It is now the time to do such service.