रविवार 22 जून 2025 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

022-06-25 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' revise 15-12-05 madhuban

0 22/06/25 Madhuban Avyakt BapDada Om Shanti 15/12/2005

1Ab snēh aur sahyōg key|kī rūprēkhā stage par lāō , har ēk kō guṇ aur śhaktiyō̃ key|kī gift dō

1In the New Year, bring the form of love and co-operation onto the stage. 2Give each one the gift of virtues and powers.

2Āj paramātma bāp apnē chārō̃ ōr K|kē paramātma pyār K|kē adhikārī bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ .

3Today, God, the Father, is seeing His children everywhere who have a right to God’s love.

3Yah paramātma pyār viśhva mē̃ kōṭō̃ mē̃ sē kōī kō prāpt hōtā hai .

4Only a handful out of multimillions in the world receive this love from God.

4Yah paramātma pyār niḥsvārth pyār hai kyōṅki ēk paramātmā pitā hī nirākār , nirahaṅkārī hai .

5This Godly love is altruistic love, because only God, the Supreme Soul, is incorporeal and egoless.

5Manuṣhya ātmā śharīrdhārī hōnē K|kē kāraṇ kōī na kōī svārtha mē̃ ā hī jātī hai .

6Because human souls are bodily beings, they definitely have one selfish motive or another.

6Paramātma bāp hī apnē bachchō̃ kō aisā niḥsvārth pyār dētē haĩ .

7Only God, the Father, can give His children such altruistic love.

7Paramātma pyār brāhmaṇ jīvan kā viśhēṣh ādhār hai .

8God’s love is the special basis of Brahmin life.

8Brāhmaṇ jīvan kā jīyadān hai .

9It is the donation of life of this Brahmin life.

9Agar brāhmaṇ jīvan mē̃ paramātma pyār kā anubhav cum|kam hai , tō pyār K|kē binā jīvan ramaṇīk nahī̃ , sūkhā jīvan hō jātā hai .

10If the experience of God’s love is lacking in Brahmin life, then that life without love is not enjoyable; it becomes a dry life.

10Paramātma pyār hī jīvan mē̃ sadā sāth bhī dētā aur sāthī ban sadā sahyōgī rahtā .

11It is God’s love that is constantly with you in your life and remains co-operative with you as your companion at all times.

11Jahā̃ pyār hai , sāth hai vahā̃ sab kuchh bahut sahaj aur saral hō jātā hai . 12Mēhnat kā anubhav nahī̃ hōtā hai .

12Where there is love and company, everything becomes very easy and simple; there isn’t the experience of having to labour.

13Aisā anubhav hai nā  !

13You have this experience, do you not?

14Paramātma pyārē kōī bhī vyakti vā sādhanō̃ key|kī ākarṣhaṇ mē̃ nahī̃ ā saktē kyōṅki paramātma ākarṣhaṇ , paramātma pyār aisā anubhav karātā jō sadā pyār K|kē kāraṇ lavlīn rahtē haĩ , jiskō lōgō̃ nē paramātmā mē̃ līn hōnā samajh liyā hai .

14Those who have God’s love cannot be attracted by any person or thing, because God’s attraction and God’s love gives such an experience of love that you remain constantly merged in love. 15People have understood this as being merged into God.

15Paramātmā mē̃ līn nahī̃ hōtā lēkin paramātma pyār mē̃ lavlīn hō jātā hai .

16One doesn’t merge into God, but one remains merged in God’s love.

16Bāpdādā chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ kō dēkhtē haĩ - paramātma pyārē tō sabhī banē haĩ lēkin ēk haĩ lovely bachchē , dūsrē haĩ lavlīn bachchē .

17BapDada is seeing the children from everywhere. 18Everyone loves God, but one type are of the lovely children and the other type are of the children who are merged in love.

17Tō apnē āpsē pūchhō lovely tō sabhī haĩ , lēkin lavlīn kahā̃ tak rahtē haĩ  ?

19So, ask yourself: All are lovely, but to what extent do you remain merged in love?

18Lavlīn bachchō̃ key|kī niśhānī hai vah sadā paramātma pharmān mē̃ sahaj chaltē haĩ .

20The sign of the children who are merged in love is that they constantly and easily follow God’s directions.

19Pharmān mē̃ bhī rahtē aur dēhbhān sē kurbān bhī rahtē haĩ kyōṅki pyār mē̃ kurbān hōnā muśhkil nahī̃ hai .

21They are obedient when it comes to following those directions and they have surrendered their body consciousness, because it is not difficult to surrender yourself where there is love.

20Sabsē pahlā pharmān hai - yōgī bhav , pavitra bhav .

22The first direction is: May you be yogi and may you be holy (pure).

21Bāp kā bachchō̃ sē pyār hōnē K|kē kāraṇ bāp bachchō̃ kō mēhnat kartē dēkh nahī̃ saktē kyōṅki bāp jāntē haĩ 63 janm bahut mēhnat key|kī , abhī yah alaukik janm mēhnat sē mukt hō atīndriya sukh key|kī mauj manānē kā hai .

23Because the Father has love for you children, He cannot bear to see you children labouring, for He knows that you have laboured a lot for 63 births. 24Now, this alokik birth is for you to become free from labour and to enjoy the pleasure of supersensuous happiness.

22Tō mauj manā rahē hō ki mēhnat karnī paṛtī hai  ?

25So, are you celebrating with pleasure or are you having to labour?

23Pyār mē̃ pharmān par chalnā mēhnat nahī̃ lagtī .

26When there is love, it doesn’t feel like labour to follow directions.

24Agar mēhnat karnī paṛtī hai tō pyār key|kī percentage cum|kam hai .

27If you have to labour, it means that there is a percentage of love lacking.

25Kahā̃ na kahā̃ pyār mē̃ kuchh na kuchh leakage hai .

28Somewhere or other, there is one type of leakage or another.

26Dō bātō̃ key|kī leakage mēhnat karātī hai - ēk purānē saṅsār key|kī ākarṣhaṇ , saṅsār mē̃ sambandh , padārtha sab ā jātā hai .

29Leakage of two things makes you labour: 1. Attraction to the old world - and this includes relationships and also material things.

27Aur dūsrā - purānē saṅskār key|kī ākarṣhaṇ .

302. Attraction to old sanskars.

28Yah purānā saṅsār aur purānē saṅskār apnē taraph ākarṣhit kar dētē haĩ tō paramātma pyār mē̃ percentage hō jātī hai .

31This old world and old sanskars attract you towards themselves. 32So, there is then a percentage in love for God.

29Check karō - in dōnō̃ leakage sē mukt haĩ  ?

33Check yourself: Am I free from these two types of leakage?

30Yād karō āp ātmā K|kē anādi saṅskār aur ādi saṅskār kyā thē aur abhī ant K|kē brāhmaṇ jīvan K|kē saṅskār kyā haĩ  ?

34Just remember: what are the eternal and original sanskars of you, the soul, and what are the sanskars of this Brahmin life at the end?

31Anādi bhī haĩ , ādi bhī haĩ aur ant mē̃ bhī śhrēṣhṭh saṅskār haĩ .

35You have elevated sanskars eternally, in the beginning and also now, at the end.

32Yah purānē saṅskār madhya K|kē haĩ , na anādi haĩ , na ādi haĩ , na ant K|kē haĩ .

36Those old sanskars are of the middle period, not eternal, neither of the beginning nor of the end.

33Lēkin sabhī kā lakṣhya kyā hai  ?

37However, what is the aim of all of you?

34Kisī bhī bachchē sē pūchhō tō ēk hī uttar dētē haĩ - lakṣhya hai bāp samān bannē kā .

38Ask any child and you only get the one response: “My aim is to become equal to the Father.”

35Yahī hai nā  !

39It is this, is it not?

36Hai tō hāth uṭhāō .

40If it is, then raise your hand!

37Yahī lakṣhya hai pakkā  ?

41Are you sure this is your aim?

38Yā bīch-bīch mē̃ badalī hō jātā hai  ?

42Or, does it change in between?

39Tō bāp bachchō̃ sē pūchhtē haĩ ki bāp aur dādā dōnō̃ K|kē samān saṅskār kaun sē haĩ  ?

43The Father asks you children: What are the sanskars that are equal in both Bap and Dada?

40Sadā bāp her|har ātmā kē prati udārachit rahē haĩ .

44The Father has always been generous-hearted towards every child.

41Her|har ātmā kē prati snēh aur sammān svarūp mē̃ sahyōgī rahē haĩ .

45He has always been co-operative with every soul in giving them love and regard.

42Aisē svayã bhī apnē kō her|har ātmā kē prati sahyōgī anubhav kartē hō  ?

46So, do you experience yourself to be co-operative with every soul in the same way?

43Sahyōg dē tō sahyōgī banē̃ , nahī̃ . 44Snēh dē tō snēhī banē̃ , nahī̃ .

47Not that you co-operate when they co-operate, or that you give love when they are loving; no.

45Jaisē brahmā bāp her|har bachchē kē prati sahyōgī banē̃ , snēhī banē̃ , aisē sarv K|kē sadā snēhī aur sahyōgī , iskō kahā jātā hai samān bannā .

48Just as Father Brahma was co-operative and loving with every child, in the same way, constantly be loving and co-operative with everyone.

46Agar kōī bhī bachchē kō saṅskār parivartan karnē mē̃ mēhnat karnī paṛtī hai tō uskā kāraṇ kyā hai  ?

49This is called being equal. 50If you children have to labour in transforming your sanskars, what is the reason for that?

47Brahmā bāp nē apnē ūpar attention rakhā lēkin mēhnat nahī̃ key|kī .

51Father Brahma paid attention to himself, but he didn’t labour.

48Saṅskār parivartan mē̃ mēhnat kā kāraṇ hai - lovely banē haĩ , lavlīn nahī̃ banē haĩ .

52The reason for your labouring in the transformation of sanskars is that, although you have become lovely, you do not remain merged in love.

49Bāpdādā tō her|har bachchē kō lovely bachchē samajhtē haĩ , jāntē bhī haĩ , janmapatrī har ēk key|kī jāntē haĩ phir bhī kyā kahē̃gē  ?

53BapDada considers every child to be a lovely child; He knows every child to be this. 54He knows every child’s horoscope, and yet what does He say?

50Lovely haĩ .

55The child is lovely.

51Bāpdādā her|har bachchē kō ēk hī paṛhāī , ēk hī pālnā , ēk hī vardān sadā dētē haĩ .

56BapDada always gives every child the same study, the same sustenance and the same blessing.

52Chāhē jāntē bhī haĩ ki yah last number hai phir bhī bāpdādā kisī bhī bachchē kā avguṇ , kamjōrī saṅkalp mē̃ bhī nahī̃ rakhtē .

57Even though BapDada knows that that child is in the last numbers, He doesn’t keep any child’s defect or weakness even in His thoughts.

53Lāḍlā hai , sikīladhā hai , mīṭhā-mīṭhā hai … isī dr̥iṣhṭi aur vr̥itti sē dēkhtē kyōṅki bāpdādā jāntē haĩ isī vr̥itti aur śhrēṣhṭh dr̥iṣhṭi sē kamjōr mahāvīr ban jāyēgā .

58BapDada constantly sees them with the vision and attitude of them being lovely, long-lost and now-found, beloved children, very sweet children, because He knows that it is only through this attitude and elevated vision that weak ones will become mahavirs.

54Aisē hī apnē śhrēṣhṭh vr̥itti aur śhubh bhāvnā , śhubh kāmnā dvārā kisī kā bhī parivartan kar saktē hō .

59In the same way, through your elevated attitude, good wishes and pure feelings, you can transform anyone.

55Jab āpnē challenge kiyā hai ki prakr̥iti kō bhī parivartan karkē dikhāyēṅgē tō kyā ātmāō̃ kā parivartan nahī̃ kar saktē  !

60Since you have issued a challenge that you will definitely also transform the elements of nature, are you not able to transform souls?

56Prakr̥itijīt bantē hō tō ātmā , ātmā key|kī śhrēṣhṭh bhāvnā sē , kalyāṇ key|kī kāmnā sē parivartan nahī̃ kar saktē hō  !

61You become conquerors of matter, so with the elevated feeling of soul consciousness, and with the desire for giving benefit, are you not able to transform souls?

57Abhī nayā varṣh śhurū hōnē vālā hai nā - tō nayē varṣh mē̃ sarv bēhad K|kē brāhmaṇ parivār K|kē bīch ēk dō kē prati apnē śhubh bhāvnā , śhrēṣhṭh kāmnā dvārā harēk ēk dō K|kē parivartan karnē mē̃ sahyōgī banō , chāhē kamjōr hai , jāntē hō iskē saṅskār mē̃ yah kamjōrī hai lēkin āp snēh aur sahyōg key|kī śhakti dvārā sahyōgī banō .

62Now, the New Year is about to begin, is it not? 63So, in the New Year, between all of you in the unlimited Brahmin family, with your good wishes and elevated feelings, all of you have to help one another to transform yourselves. 64Even if someone is weak and you know that that one has a particular weakness in his sanskars, just help him with your powers of love and co-operation.

58Ēk dō kō sahyōg kā hāth milāō .

65Give the hand of co-operation to one another.

59Is sahyōg K|kē hāth milānē kā dr̥iśhya aisā ban jāyēgā jaisē hāth mē̃ hāth snēh kā milānā , sahyōg kā milānā , mālā ban jāyē .

66The scene of handshaking with co-operation will become such that it will be as though you are putting your hand in the other one’s hand, that you are coming together in co-operation, and a rosary will then be prepared.

60Śhikṣhā nahī̃ dō , snēh bharā sahyōg dō .

67Do not give teachings, but give loving co-operation.

61Nyārā nahī̃ banō , kinārā nahī̃ karō , sahārā banō kyōṅki āpkā yādgār vijaymālā hai .

68Do not become detached, do not step away, but be a support, because your memorial is the rosary of victory.

62Har ēk maṇkā , maṇakē K|kē sāthī sahyōgī hai tab mālā kā chitra banā hai .

69Each bead is a co-operative companion of the other beads, for this is why the image of the rosary has been created.

63Tō sabhī bāpdādā sē pūchhtē haĩ nayē sāl mē̃ kyā karnā hai  ?

70Everyone is asking BapDada what they have to do in the New Year.

64Sandēśh dēnē kā kārya tō bahut kiyā , kar rahē haĩ , kartē rahē̃gē .

71You have carried out many programmes of giving the message; you are doing that and will continue to do that.

65Ab sandēś-vāhakō̃ K|kē sahyōg aur snēh key|kī rūprēkhā stage par lāō .

72Now, bring the love and co-operation of the message-carriers onto the stage. 73Be a great donor.

66Mahādānī banō , apnē guṇō̃ kā sahyōgī banō , banāō .

74Co-operate with your virtues and make others the same.

67Aisē apnē guṇō̃ kā , haĩ tō paramātma guṇ lēkin jō guṇ āpnē apnē mē̃ banāyē hai , us guṇ key|kī śhakti sē unhō̃ key|kī kamjōrī dūr karō .

75With your virtues – in fact they are God’s virtues but you have made them yours - use the power of those virtues to remove their weaknesses.

68Yah kar saktē haĩ  ?

76Are you able to do this?

69Kar saktē haĩ yā muśhkil hai  ?

77Are you able to do it or is it difficult?

70Teachers batāō , kar saktē haĩ  ?

78Teachers, speak! 79Are you able to do this?

71Kar saktē haĩ yā karnā hī hai  ?

80Are you able to do it? 81Or, is it that you definitely have to do it?

72Karnā hī hai .

82You definitely have to do it.

73Kōī kamjōr nahī̃ rahē , kyōṅki kōṭō̃ mē̃ kōī hai nā  !

83Let no one be weak (with weaknesses), because you are all the lucky handful out of multimillions, are you not?

74Chāhē last dānā bhī hai , hai tō kōṭō̃ mē̃ kōī .

84Even if it is the last bead, it is of a handful out of multimillions.

75Āpkā title hī hai - master sarvśhaktivān .

85Your title is master almighty authorities.

76Tō sarvśhaktivān kā kartavya kyā hai  ?

86So, what is the duty of those who are almighty authorities?

77Śhakti key|kī lēn-dēn karnā .

87To give and take power.

78Bāp dvārā milā huā guṇ āpas mē̃ lēn-dēn karō .

88Give and take amongst yourselves the virtues that you have received from the Father.

79Yahī sahyōg key|kī gift ēk dō mē̃ dō .

89Give one another this gift of co-operation.

80Nayē varṣh mē̃ ēk dō kō gift dētē haĩ nā  !

90In the New Year, people give one another gifts, do they not?

81Tō is varṣh mē̃ ēk dō mē̃ guṇō̃ key|kī gift dō .

91So, this year, give one another the gift of virtues.

82Agar kalyāṇ key|kī bhāvnā rakhē̃gē tō jaisē bhāṣhaṇ karkē vāṇī dvārā sandēśh dētē hō nā , vaisē apnē kalyāṇ key|kī bhāvnā dvārā , kalyāṇ key|kī vr̥itti dvārā , kalyāṇ K|kē vāyumaṇḍal dvārā yah guṇō̃ key|kī gift dō , śhaktiyō̃ key|kī gift dō .

92Keep benevolent feelings for everyone, and then, just as you give a message with lectures and words, in the same way, with your benevolent feelings, benevolent attitude and benevolent atmosphere, give this gift of virtues and gift of powers.

83Kamjōr kō sahyōg dēnā , yah samay par gift dēnā hai , girē huē kō girāō nahī̃ , chaṛhāō , ūñchā chaṛhāō .

93To give co-operation to weak ones is to give a gift at the right time. 94Do not make those who have fallen fall even further. 95Lift them up, lift them higher.

84Yah aisā hai , yah aisā hai . . . , nahī̃ .

96Not that, “This one is like this and that one is like that.”

85Yah prabhu pyār K|kē pātr hai , kōṭō̃ mē̃ kōī ātmā hai , viśhēṣh ātmā hai , vijayī bannē vālī ātmā hai , yah dr̥iṣhṭi rakhō .

97They are worthy of God’s love, they are the handful out of multimillions, they are special souls, they are souls who will be victorious. 98Have this vision.

86Abhī vr̥itti , dr̥iṣhṭi , vāyumaṇḍal change karō .

99Now change your attitude, vision and atmosphere.

87Kuchh navīntā karnī chāhiē nā  !

100Let there be some newness.

88Kamjōrī dēkhtē , dēkhō nahī̃ , umaṅg dō , sahyōg dō .

101Whilst seeing a weakness, do not see it. 102Give enthusiasm and co-operation.

89Aisā brāhmaṇ saṅgaṭhan taiyār karō tō bāpdādā vijay key|kī tālī bajāyēgā .

103Prepare such a Brahmin gathering and BapDada will applaud you for that victory.

90Āp bhī bār-bār tāliyā bajātē hō nā , bāpdādā bhī mubārak hō , badhāī hō , greetings hō , uskī tāliyā̃ bajāyēgā .

104You also repeatedly clap, do you not? 105BapDada will then applaud you with: Congratulations, greetings!

91Āp bhī sāth mē̃ tālī bajāyēṅgē nā .

106You will also applaud with BapDada, will you not?

92Abhī tālī bajāī tō achchhā kiyā lēkin viśhva kē āgē tālī bajē .

107You just clapped and that was good, but let there now be the applause from the world.

93Sabkē mukh sē yah āvāj nikalē , hamārē īṣhṭ ā gayē .

108Let the sound emerge from everyone’s lips: “Our special beloved deity has come!”

94Hamārē pūjya ā gayē .

109“Our worthy-of-worship souls have come!”

95Lakṣhya pakkā hai nā  !

110This aim is firm, is it not?

96Pakkā hai lakṣhya , karnā hī hai  ?

111Is the aim that you will do it firm?

97Yā dēkhē̃gē , plan banāyēṅgē  !

112Or, will you think about it and make plans, etc.?

98Karnā hī hai , plan kyā , karnā hī hai .

113You have to do it. 114Put aside the plans. 115You have to do it.

99Abhī sabhī intjār kar rahē haĩ , abhī inhō̃ kā intjār samāpt karō .

116Everyone is now waiting. 117Now end their waiting.

100Pratyakṣha hōnē kā intjām karō .

118Now make preparations to be revealed.

101Dēkhō prakr̥iti bhī abhī kitnī taṅg hō rahī hai .

119Look, even the elements are in great turmoil now.

102Tō prakr̥iti kō bhī śhānt banā dō .

120So, calm down the elements.

103Āp pratyakṣha hō jāyēṅgē tō viśhva śhānti svataḥ hō jāyēgī .

121When you are revealed, there will automatically be world peace.

104Achchhā .

122Achcha.

105Ājkal viśhva mē̃ dō bātē̃ viśhēṣh chaltī haĩ - ēk exercise aur dūsrā bhōjan kē ūpar attention .

123Nowadays, people in the world are doing two things in particular. 124Exercise and paying attention to their diet.

106Tō āp bhī yah dōnō̃ bātē̃ kartē hō  ?

125So, do you also do both these things?

107Āpkī exercise kaun see|sī|C hai  ?

126What is your exercise?

108Śhārīrik exercise tō sab kartē haĩ lēkin man key|kī exercise abhī-abhī brāhmaṇ , brāhmaṇ sō phariśhtā aur phariśhtā sō dēvtā .

127Everyone does physical exercise, but the exercise of the mind is: one minute to be a Brahmin, then to be an angel and then to be an angel who is to become a deity.

109Yah mansā drill kā abhyās sadā kartē rahō .

128Constantly continue to perform this drill of the mind.

110Aur śhuddha bhōjan , man kā śhuddha saṅkalp .

129Then, pure food for the mind is of pure thoughts.

111Agar vyarth saṅkalp , negative saṅkalp chaltā hai tō yah man kā aśhuddh bhōjan hai .

130If you have wasteful or negative thoughts, then that is impure food for the mind.

112Tō man mē̃ sadā śhuddha saṅkalp rahē , dōnō̃ karnā ātā hai nā  !

131So, let there always be pure food in your mind. 132You know how to do both, do you not?

113Jitnā samay chāhō utnā samay śhuddha saṅkalp svarūp ban jāō .

133For as long as you want, become an embodiment of pure thoughts.

114Achchhā .

134Achcha.

115Chārō̃ ōr K|kē paramātma pyār K|kē adhikārī viśhēṣh ātmāō̃ kō , sadā ēk dō K|kē sahyōgī bannē vālē bāp K|kē snēhī aur sahyōgī ātmāō̃ kō , sadā vijayī hai aur vijay kā jhaṇḍā viśhva mē̃ phailānā hai , is lakṣhya kō practical mē̃ lānē vālē vijayī bachchō̃ kō , sadā is purānē saṅsār aur saṅskār K|kē ākarṣhaṇ sē parē rahnē vālē bāp samān bachchō̃ kō dilārām bāp kā dil sē yādpyār aur namastē .

135To all you special souls everywhere who have a right to God’s love, to those souls who are loving and co-operative with the Father and who will always be co-operative with one another, to the victorious children who put into a practical form the aim, “We are victorious and we will hoist the flag of victory in the world”, to the children who are equal to the Father and who remain constantly beyond any attraction of this old world and its sanskars, love, remembrance and namaste from the heart of the Father, the Comforter of Hearts.

116Dādī jī sē - bahut achchhā part bajā rahī hō .

136To Dadiji: You are playing a very good part.

117Āpkō dēkhkar sabhī kō phariśhtā life yād ātī hai .

137Seeing you, everyone remembers the angelic life.

118Nyārā aur pyārā .

138To be loving and detached.

119Gujarāt key|kī mukhya 13 bahinō̃ sē  : achchhē-achchhē mahāvīr haĩ .

139To the 13 main instrument teachers of Gujarat: You are good mahavirs.

120Mahāvīrō̃ kā kām hai vijayī ban vijayī banānā .

140The duty of mahavirs is to be victorious and make others victorious.

121Tō sabhī achchhī sēvā kar rahē haĩ aur āgē bhī sēvā hōtī rahēgī .

141All of you are doing good service and service will continue to take place in the future too.

122Bāpdādā bachchō̃ K|kē umaṅg-utsāh kō dēkh khuśh hōtē haĩ .

142BapDada is pleased to see the zeal and enthusiasm of you children.

123Achchhā gujarāt mē̃ phailā rahē hō aur bhī āgē phailātē rahē̃gē .

143You are making the sound spread all over Gujarat very well. 144You will continue to spread it even more.

124Bāpdādā kō sabhī bachchē āśhāō̃ K|kē dīpak lag rahē haĩ .

145BapDada is seeing all the children as lamps of hope.

125Achchhā hai .

146It is good.

126Saṅgaṭhan bhī achchhā hai .

147The gathering is good.

127Ēk-ēk key|kī viśhēṣhtā hai .

148Each one of you has a speciality.

128Achchhā .

149OK?

129Khuśh , khuśhī bāṇṭnē vālē .

150Happy? 151Those who distribute happiness.

130 ( saralā dīdī pūchh rahī haĩ , dādī nē mālā mē̃ kiskō rakhā hai ) āp kyā samajhtī hō  ?

152(Sarla Didi asked BapDada: Whom has Dadiji kept in the rosary?) 153What do you think?

131Ham tō hōṅgē hī nā , aisē samajhtī hō  ?

154Do you think, “I will definitely be in that.”?

132Thōṛā bahut ēk dō kō sahyōg dē aur jō kuchh bhī rahā huā hai , vah khatm hō jāyēgā .

155Whatever little still remains, help one another by giving co-operation and finish it.

133Sab bāp samān bannē vālē hī haĩ .

156All of you are those who will definitely become equal to the Father.

134 ( navīntā kyā karē̃ ) sunāyā nā - ēk ēk centre kam sē kam ēk vāris tō taiyār karē .

157(What newness should we bring about?) 158You were told that each centre should prepare at least one heir.

135Tō is varṣh vah lēkar ānā , 21 vāris tō lēkē ānā .

159So, next year, bring them here. 160Come back with at least 21 heirs.

136Yah śhurū karō .

161Begin to do this.

137Pahlā number āō .

162Claim the first number.

138Sabhī hā̃ kar rahē haĩ .

163Everyone is saying “yes”.

139Vāris key|kī qualification jāntē haĩ nā .

164You know the qualifications of an heir, do you not?

140Yah sab bābā K|kē hī banāyēṅgē nā , apnā tō banāyēṅgī nahī̃ .

165You will make all of them belong to Baba, will you not? 166You will not make them belong to you, will you?

141Achchhā .

167Achcha.

142Ōm śhānti .

143Gujarāt key|kī hī sēvā hai , gujarāt vālē hī milan manānē āyē haĩ  : gujarāt vālē jō bhī haĩ , chāhē āyē haĩ , chāhē sēvā mē̃ āyē haĩ , vah hāth uṭhāō .

168This time, it is the turn of Gujarat to serve and it is those from Gujarat who have come to celebrate a meeting with BapDada. 169All those from Gujarat, whether you have come for a meeting or to serve, raise your hands!

144Bahut haĩ , bahut achchhā .

170There are many. 171Very good.

145Achchhā chance liyā hai .

172You have taken a good chance.

146Gujarāt kō bāpdādā kahtē haĩ , sindhī mē̃ kahāvat hai jō cul par vah dil par .

173BapDada says of those from Gujarat, as is the Sindhi saying: “Those who are at the hearth are in the heart.”

147Tō sabsē najdīk mē̃ najdīk gujarāt hai .

174So, Gujarat is the closest of all.

148Jō najdīk hōtā hai nā , uskō kahā jātā hai śaḍapand par ( bilkul karīb ) hai , bulāō aur pahuñch jāyē .

175Those who are close are said to be within calling distance (very close). 176Call them and they come.

149Tō gujarāt vālē aisē ever ready hai nā - kabhī bhī bulāyē̃ ā jāō , tō ā jāyēṅgē  ?

177So, Gujarat is everready in this way, is it not? 178Call you at any time to come and you will come, will you not?

150Aisē hai  ?

179Is it like that?

151Parivār kō nahī̃ dēkhē̃gē kyā karē̃gē , ā jāyēṅgē  ?

180Will you not even stop to think about your family? 181Will you just come?

152Ever ready haĩ .

182You are everready.

153Achchhā hai , gujarāt sākār brahmā key|kī prērṇā sē sthāpan huā hai .

183It is good. 184Gujarat was established through the inspiration of sakar Brahma.

154Gujarāt nē gujarāt kō nimantraṇ nahī̃ diyā , brahmā bāp nē gujarāt kō khōlā hai .

185It was not those from Gujarat who gave an invitation to Gujarat. 186It was Father Brahma who opened a Gujarat centre.

155Tō gujarāt kē ūpar viśhēṣh brahmā bāp key|kī nazar paṛī huī hai . 156Aur gujarāt nē puruṣhārth bhī kiyā hai , centre achchhē khulē haĩ .

187So, Father Brahma’s special vision fell on Gujarat, and Gujarat has made effort and opened a good number of centres.

157Kitnē centre haĩ  ?

188How many centres are there?

158 ( 300 sēvākēndra , upsēvākēndra haĩ aur 3 hajār gītā pāṭhaśālāyē haĩ ) achchhā , sabsē jyādā centre kis zone K|kē haĩ  ?

189Three hundred centres and sub centres and 3000 Gita pathshalas. 190Which zone has the maximum number of centres?

159 ( bambaī-mahārāṣṭra K|kē ) achchhā - mahārāṣhṭra vālē āyē haĩ  ?

191(Bombay, Maharashtra). 192Achcha. 193Have those from Maharashtra come?

160 ( āj nahī̃ āyē haĩ ) gujarāt vālē sēvā tō achchhī kar rahē haĩ , gujarāt kā vistār bhī achchhā hai .

194(They haven’t come this time.) 195Those from Gujarat are doing good service. 196There is very good growth in Gujarat.

161Abhī kyā karnā hai  ?

197What are you going to do now?

162Vistār tō hai , vistār tō achchhā kiyā hai , abhī gujarāt vālē number one vāris taiyār karē̃ . 163Kam sē kam jō baṛē sēvākēndra haĩ , jō purānē vāris haĩ , vah tō haĩ hī lēkin nayā kōī vāris nikālō .

198There is expansion; you have brought about good expansion. 199Now, let those from Gujarat prepare number one heirs; at the very least, the bigger centres who have the older heirs are there anyway, but now, make new heirs emerge.

164Chalō ēk ēk tō nikālō , kyōṅki mālā mē̃ maṇakē vahī banē̃gē jō vāris quality hōṅgē .

200Let each centre make one heir emerge, because only those who are heir quality souls will become beads of the rosary.

165Tō mālā tō taiyār karnā hai nā  !

201So, you have to prepare the rosary, do you not?

16616108 key|kī bhī mālā banī huī hai .

202The rosary of 16,108 also has to be prepared.

167Abhī agar bāpdādā bōlē 108 key|kī mālā banāō , tō banā saktē hō  ?

203If BapDada were to ask you to prepare a rosary of 108, could you make it?

168Ban saktī hai  ?

204Could it be made?

169Dādiyā̃ batāvē̃ , 108 key|kī mālā ban saktī hai  ?

205Let Dadi say whether the rosary of 108 can be made.

170 ( dādī jī nē kahā ban saktī hai ) taiyār haĩ  ?

206(Dadiji said, “Yes, it can be created.”) Is it ready?

171108 key|kī mālā taiyār hō gaī hai  ? 172 ( hā̃ bābā taiyār hai ) achchhā likhkar dikhānā .

207Has the rosary of 108 been made? (“Yes, Baba, it is ready.”) OK, write it down and show it to Baba!

173Taiyār hai tō bahut achchhā , mubārak hai .

208If it is ready, that is very good. 209Congratulations!

174Achchhā 16 hajār key|kī mālā , ādhē tak banī hai  ? 175 ( ādhā tō kyā unsē bhī jyādā banī hai ) achchhā hai nā .

210OK, is the rosary of 16,000 half ready? (“Not just half, more than half is ready.”) That is good.

176Dēkhō gupta rūp mē̃ banī hai aur āpkī dādī nē dēkh lī hai .

211Look, it has been created in an incognito way and your Dadi has seen it.

177Achchhā hai .

212It is good.

178Abhī āpsē sabhī pūchhē̃gē ki mērā mālā mē̃ nām hai  ?

213Now, everyone will ask you: “Is my name in the rosary?”

179Achchhā hai .

214It is good.

180Aisī śhubh bhāvnā , śhubh ummīdē̃ taiyār hī kar lētī haĩ .

215Such good wishes and pure hopes will definitely make it ready.

181Abhī sabhī nē sunā nā , apnē kō check karnā maĩ us mālā mē̃ ever ready hū̃  ?

216Now that you have all heard this, check yourselves: “Am I everready for that rosary?”

182Achchhā .

217Achcha.

183Aur kyā karnā hai  ?

218What else are we going to do?

184CAD group ( heart patient kā ) āyā hai  : achchhā hai , yah bhī āvāj phailānē kā sādhan bahut achchhā hai kyōṅki practical sabūt dēkhtē haĩ nā aur binā kharchē K|kē meditation dvārā ṭhīk hō jānā , tō sabkō bahut achchhā lagtā hai .

219Coronary Artery Disease (CAD) group: It is good. 220This method to spread the sound is also very good because people see the practical proof, and they become well through meditation without any expense. 221Everyone likes that very much.

185Abhī dhīrē-dhīrē iskī vr̥iddhi kartē jāō .

222Now, continue to increase this gradually.

186Sunā hai kar rahē haĩ aur saphaltā bhī mil rahī hai aur bhī miltī rahēgī bākī bāpdādā is kārya kē liē nimitt bannē vālō̃ kō mubārak dē rahē haĩ .

223They have heard about it, you are doing it and you are also receiving success, and will continue to receive it. 224So, BapDada is congratulating those who are instruments for this task.

187Official government tak result pahuñch rahī hai aur bhī phailātē rahē̃gē tō meditation kā mahatva baṛhtā jāyēgā .

225The result is also reaching the Government officially. 226If you continue to spread it further, the importance of meditation will continue to increase.

188Bākī bāpdādā kō yah vidhi pasand hai .

227BapDada likes this method.

189Achchhā .

228Achcha.

Blessing

190Vardān  : man K|kē maun sē sēvā key|kī naī invention nikālnē vālē siddhi svarūp bhav

229Blessing: May you create a new inventionby serving with silence of the mind and become an embodiment of success.

191Jaisē pahlē-pahlē maun vrat rakhā thā tō sab free hō gayē thē , time bach gayā thā aisē ab man kā maun rakhō jissē vyarth saṅkalp āvē hī nahī̃ .

230 In the beginning, when you were all observing silence, you had all become free and time was saved. 231Similarly, now observe silence of the mind, so that you do not have any waste thoughts.

192Jaisē mukh sē āvāj na nikalē vaisē vyarth saṅkalp na āyē - yah hai man kā maun . 193Tō samay bach jāyēgā .

232Just as no sound emerges from your lips, in the same way, let there be no waste thoughts. 233This is silence of the mind and it will save your time.

194Is man K|kē maun sē sēvā key|kī aisī naī invention nikalēgī jō sādhnā cum|kam aur siddhi jyādā hōgī .

234With this silence of the mind, a new invention will emerge such that you will have to make less effort and have greater success.

195Jaisē science K|kē sādhan second mē̃ vidhi kō prāpt karātē haĩ vaisē is silence K|kē sādhan dvārā second mē̃ vidhi prāpt hōgī .

235Just as the facilities of science enable you to find an answer in a second, in the same way, with these facilities of silence, you will find an answer in a second.

Slogan

196Slōgan  : jō svayã samarpit sthiti mē̃ rahtē haĩ-sarva kā sahyōg bhī unkē āgē samarpit hōtā hai .

236Slogan: Everyone’s co-operation is surrendered to those who stay in the surrendered stage.

197Avyakt iśārē-ātmik sthiti mē̃ rahnē kā abhyās karō , antarmukhī banō 198Anēk prakār K|kē vyakti , vaibhav athavā anēk prakār key|kī vastuō̃ K|kē samparka mē̃ ātē ātmik bhāv aur anāsakt bhāv dhāraṇ karō .

237*** Om Shanti *** Avyakt Signal: Practise being in the stage of soul consciousness, be introverted.While coming in connection with many types of people, material comforts and possessions, imbibe soul-conscious feelings and an attitude that is free from being attracted.

199Yah vaibhav aur vastuyē̃ anāsakt kē āgē dāsī K|kē rūp mē̃ hōṅgī aur āsakta bhāv vālē kē āgē chumbak kī tarah phaṅsānē vālī hōṅgī .

238All of those material comforts and possessions would be like servants in front of those who are free from being attracted, whereas those who are attracted would be pulled like a magnet and become trapped.