सोमवार 23 जून 2025 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
023-06-2025 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 23/06/25 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - tumhārā pahlā-pahlā śhabk ( pāṭh ) hai - maĩ ātmā hū̃ , śharīr nahī̃ , ātma-abhimānī hōkar rahō tō bāp kī yād rahēgī ' '
1Essence: Sweet children, your first lesson is: I am a soul, not a body. 2Remain soul conscious and you will be able to remember the Father.
Question
2Praśhna : tum bachchō̃ kē pās kaun sā gupta khajānā hai , jō manuṣhyō̃ kē pās nahī̃ hai ?
3Question: What incognito treasure, that people of the world don’t have, do you children have?
Answer
3Uttar : tumhē̃ bhagvān bāp paṛhātē haĩ , us paṛhāī kī khuśhī kā gupta khajānā tumhārē pās|pass hai .
4Answer: You have the incognito treasure of happiness, knowing that God, the Father, is teaching you.
4Tum jāntē hō ham jō paṛh rahē haĩ , bhaviṣhya amarlōk kē liē na ki is mr̥ityulōk kē liē .
5You know that this present study of yours is for your future land of immortality, not for this land of death.
5Bāp kahtē haĩ savērē-savērē uṭhkar ghūmō phirō , sirph pahlā-pahlā pāṭh yād karō tō khuśhī kā khajānā jamā hōtā jāyēgā .
6The Father says: Wake up early in the morning and go for a walk, but remember the first lesson and you will continue to accumulate happiness in your accounts.
6Ōm śhānti .
7Om shanti.
7Bāp bachchō̃ sē pūchhtē haĩ - bachchē , ātma-abhimānī hō baiṭhē hō ?
8The Father asks you children: Children, are you sitting here in soul consciousness?
8Apnē kō ātmā samajh baiṭhē hō ?
9Whilst you are sitting here, is each of you considering yourself to be a soul?
9Ham ātmāō̃ kō paramātmā bāp paṛhā rahē haĩ , bachchō̃ kō yah smr̥iti āī hai ham dēh nahī̃ , ātmā haĩ .
10The Father, the Supreme Soul, is teaching us souls. 11You children are now aware that you are not bodies, but souls.
10Bachchō̃ kō dēhī-abhimānī banānē liē hī mēhnat karnī paṛtī hai .
12Effort has to be made to make you children soul conscious.
11Bachchē ātma-abhimānī rah nahī̃ saktē . 12Ghaṛī-ghaṛī dēh-abhimān mē̃ ā jātē haĩ isliē bābā pūchhtē haĩ - ātma-abhimānī hō rahtē hō ?
13Children are not able to remain soul conscious; they repeatedly become body conscious. 14This is why Baba asks: Are you sitting here in soul consciousness?
13Ātma-abhimānī hōṅgē tō bāp kī yād āyēgī , agar dēh-abhimānī hōṅgē tō laukik sambandhī yād āyēṅgē .
15If you are soul conscious, you can remember the Father. 16If you are body conscious, you remember your physical relatives.
14Pahlē-pahlē yah śhabda yād rakhnā paṛē , ham ātmā haĩ .
17First of all, remember the words, “I am a soul.”
15Mujh ātmā mē̃ hī 84 janmō̃ kā part bharā huā hai .
18A part of 84 births is recorded in myself, this soul.
16Yah pakkā karnā hai . 17Ham ātmā haĩ .
19Make it very firm: I am a soul.
18Ādhākalp tum dēh-abhimānī hō rahē hō .
20You have been body conscious for half a cycle.
19Abhī sirph saṅgamyug par hī bachchō̃ kō ātma-abhimānī banāyā jātā hai .
21It is only now, at the confluence age, that you children are made soul conscious.
20Apnē kō dēh samajhnē sē bāp yād nahī̃ āyēgā , isliē pahlē-pahlē yah śhabk ( pāṭh ) pakkā kar lō - ham ātmā bēhad bāp K|kē bachchē haĩ .
22By considering yourselves to be bodies, you are unable to remember the Father. 23Therefore, make this lesson firm: I, this soul, am a child of the unlimited Father.
21Dēh K|kē bāp kō yād karnā kabhī sikhlāyā nahī̃ jātā hai .
24You are not being taught to remember the father of your body.
22Ab bāp kahtē haĩ mujh pārlaukik bāp kō yād karō , ātma-abhimānī banō .
25The Father says: Now remember Me, your parlokik Father. 26Become soul conscious!
23Dēh-abhimānī bannē sē dēh K|kē sambandh yād āyēṅgē , apnē kō ātmā samajh aur bāp kō yād karō , yahī mēhnat hai .
27By being body conscious, you remember bodily relations. 28The effort lies in considering yourselves to be souls and remembering the Father.
24Yah kaun samjhā rahē haĩ , ham ātmāō̃ kā bāp , jinkō sab yād kartē haĩ bābā āō , ākar is duḥkh sē liberate karō .
29Who is explaining all of this? 30The Father of all of us souls, the One whom everyone has been remembering and praying to: "Baba, come! 31Come and liberate us from this sorrow!"
25Bachchē jāntē haĩ is paṛhāī sē ham bhaviṣhya kē liē ūñch pad pātē haĩ .
32You children know that you are claiming a high status for your future through this study.
26Abhī tum puruṣhōttam saṅgamyug par hō .
33You are now at the most auspicious confluence age.
27Is mr̥ityulōk mē̃ ab bilkul rahnā nahī̃ hai .
34You no longer want to stay in this land of death.
28Yah hamārī paṛhāī hai hī bhaviṣhya 21 janma liē .
35This study of ours is for our future 21 births.
29Ham satyug amarlōk kē liē paṛh rahē haĩ .
36We are studying for the golden age, that land of immortality.
30Amar bābā hamkō gyān sunā rahē haĩ tō yahā̃ jab baiṭhtē hō pahlē-pahlē apnē kō ātmā samajh bāp kī yād mē̃ rahnā hai tō vikarma vināśh hōṅgē .
37The immortal Father is giving us this knowledge. 38Therefore, when you sit here, first of all, consider yourselves to be souls and stay in remembrance of the Father and your sins will be absolved.
31Ham abhī saṅgamyug par haĩ .
39We are now at the confluence age.
32Bābā hamkō puruṣhōttam banā rahē haĩ .
40Baba is making us into the most elevated human beings of all.
33Kahtē haĩ mujhē yād karō tō tum puruṣhōttam ban jāyēṅgē .
41He says: Remember Me and you will become elevated human beings.
34Maĩ āyā hū̃ manuṣhya sē dēvtā banānē .
42I have come to change humans into deities.
35Satyug mē̃ tum dēvtā thē , abhī jāntē hō kaisē sīṛhī utarē haĩ .
43In the golden age you were deities. 44You now know how you came down the ladder.
36Hamārī ātmā mē̃ 84 janmō̃ kā part nūndhā huā hai .
45The parts of 84 births are fixed in us souls.
37Duniyā mē̃ kōī nahī̃ jāntē , vah bhakti mārg alag hai , yah gyān mārg alag hai .
46No one else in the world knows this. 47That path of devotion is distinct from the path of this knowledge.
38Jin ātmāō̃ kō bāp paṛhātē haĩ vah jānē , aur na jānē kōī .
48Only the souls, whom the Father teaches, know all of this; no one else knows it.
39Yah hai gupta khajānā bhaviṣhya kē liē .
49This incognito treasure is for our future.
40Tum paṛhtē hī hō amarlōk kē liē , na ki is mr̥ityulōk kē liē .
50You are studying for that land of immortality, not for this land of death.
41Ab bāp kahtē haĩ savērē uṭhkar ghūmō , phirō . 42Pahlā-pahlā śhabk yah yād karō ki ham ātmā haĩ , na ki śharīr .
51The Father says: You may go for a walk in the morning but remember the first lesson: I am a soul, not this body.
43Hamārā rūhānī bābā hamkō paṛhātē haĩ .
52Our spiritual Baba is teaching us.
44Yah duḥkh key|kī duniyā ab badalnī hai .
53This world of sorrow now has to change.
45Satyug hai sukh key|kī duniyā , buddhi mē̃ sārā gyān hai .
54The golden age is a world of happiness. 55All of this knowledge is now in your intellects.
46Yah hai rūhānī spiritual knowledge .
56This is spiritual knowledge.
47Bāp gyān kā sāgar spiritual father hai .
57The Father, the Ocean of Knowledge, is the spiritual Father.
48Vah hai dēhī kā bāp .
58He is the Father of bodiless ones (souls).
49Bākī tō sabhī dēh K|kē hī sambandhī haĩ .
59All other relations are relations of bodies.
50Ab dēh K|kē sambandh tōṛ ēk sē jōṛnā hai .
60Now, break off all bodily relationships and connect yourselves to the One.
51Gātē bhī haĩ mērā tō ēk dūsrā na kōī .
61People sing: Mine is only One and none other.
52Ham ēk bāp kō hī yād kartē haĩ .
62We only remember the one Father.
53Dēh kō bhī yād nahī̃ kartē .
63We don’t even remember these bodies.
54Yah purānī dēh tō chhōṛnī hai .
64These old bodies have to be renounced.
55Yah bhī tumkō gyān miltā hai . 56Yah śharīr kaisē chhōṛnā hai .
65You also receive knowledge of how to shed your bodies.
57Yād kartē-kartē śharīr chhōṛ dēnā hai isliē bābā kahtē haĩ dēhī-abhimānī banō .
66Each one’s body has to be renounced while you sit in remembrance. 67This is why Baba says: Become soul conscious!
58Apnē andar ghōṭtē rahō - bāp , bīj aur jhāṛ kō yād karnā hai .
68Continue to grind this into yourselves. 69Continue to remember the Father, the Seed and the tree.
59Śhāstrō̃ mē̃ yah kalpa vr̥ikṣha kā vr̥itānt hai .
70The kalpa tree has been mentioned in the scriptures.
60Yah bhī bachchē jāntē haĩ hamkō gyān sāgar bāp paṛhātē haĩ .
71You children know that the Father, the Ocean of Knowledge, is teaching you.
61Kōī manuṣhya nahī̃ paṛhātē haĩ .
72It is not a human being who is teaching you.
62Yah pakkā kar lēnā hai .
73Make this very firm.
63Paṛhnā tō hai nā .
74You have to study.
64Satyug mē̃ bhī dēhdhārī paṛhātē haĩ , yah dēhdhārī nahī̃ hai .
75In the golden age too, it is bodily beings who teach you.
65Yah kahtē haĩ maĩ purānī dēh kā ādhār lē tumkō paṛhātā hū̃ .
76Here, this One is not a bodily being. 77He says: I take the support of an old body to teach you.
66Kalp-kalp maĩ tumkō aisē paṛhātā hū̃ . 67Phir kalp bād bhī aisē paṛhāūṅgā .
78I teach you in this way every cycle and I will come again and teach you in the same way again in the next cycle.
68Ab mujhē yād karō tō tumhārē vikarma vināśh hōṅgē , maĩ hī patit-pāvan hū̃ .
79Now remember Me and your sins will be absolved. 80I am the Purifier.
69Mujhē hī sarv śhaktimān kahtē haĩ .
81I am called the Almighty Authority.
70Parantu māyā bhī cum|kam nahī̃ hai , vah bhī śhaktimān hai , kahā̃ sē girāyā hai .
82However, Maya is no less either; she too is powerful. 83Just look from where she has made you fall.
71Ab yād ātā hai nā .
84You remember all of this, do you not?
7284 K|kē chakra kā bhī gāyan hai .
85The cycle of 84 births has been remembered.
73Yah manuṣhyō̃ key|kī hī bāt hai .
86That applies to human beings.
74Bahut pūchhtē haĩ , jānvarō̃ kā kyā hōgā ?
87Many people ask: What happens to animals?
75Arē yahā̃ jānvar key|kī bāt nahī̃ .
88However, here, it is not a matter of animals.
76Bāp bhī bachchō̃ sē bāt kartē haĩ , bāhar vālē tō bāp kō jāntē hī nahī̃ , tō vah kyā bāt karē̃gē .
89The Father only speaks to His children. 90Those from outside don’t even know the Father, so what would they speak to Him about?
77Kōī kahē̃gē ham bābā sē milnē chāhtē haĩ , ab jāntē kuchh bhī nahī̃ , baiṭhkar ulṭē-sulṭē praśhna karē̃gē .
91Some say that they want to meet Baba. 92However, since they don’t know Him at all, they would simply sit and ask all sorts of wrong questions.
787 din kā course karnē kē bād bhī pūrā kuchh samajhtē nahī̃ haĩ ki yah hamārā bēhad kā bāp hai .
93Even after having taken the seven days’ course, some don’t understand fully that that One is our unlimited Father.
79Jō purānē bhakta haĩ , jinhōnnē bahut bhakti key|kī huī hai unkī buddhi mē̃ tō gyān key|kī sab bātē̃ baiṭh jātī haĩ .
94Those who are old devotees, those who have done a lot of devotion, will be able to keep all of these aspects of this knowledge in their intellects.
80Bhakti cum|kam key|kī hōgī tō buddhi mē̃ cum|kam baiṭhēgā .
95Those who have done less devotion will be able to keep very little of this knowledge in their intellects.
81Tum hō sabsē jāstī purānē bhakta .
96You are the oldest devotees of all.
82Gāyā bhī jātā hai bhagvān bhakti kā phal dēnē liē ātē haĩ . 83Parantu kiskō yah thōṛēhī patā hai .
97It is remembered that God comes to grant the fruit of devotion, but no one knows what that is.
84Gyān mārg aur bhakti mārg bilkul hī alag hai .
98The path of devotion is totally separate from the path of this knowledge.
85Sārī duniyā hai bhakti mārg mē̃ .
99The whole world is on the path of devotion.
86Kōṭō̃ mē̃ kōī ākar yah paṛhtē haĩ .
100Only a handful out of multimillions come and study this knowledge.
87Samjhānī tō bahut mīṭhī hai .
101The explanation is very sweet.
8884 janmō̃ kā chakra bhī manuṣhya hī jānē̃gē nā .
102Only human beings can understand the cycle of 84 births.
89Tum āgē kuchh nahī̃ jāntē thē , śhiv kō bhī nahī̃ jāntē thē .
103Previously, you didn't know anything. 104You didn’t even know Shiva.
90Śhiv K|kē mandir kitnē ḍhēr haĩ .
105There are so many temples to Shiva.
91Śhiv key|kī pūjā kartē , jal ḍāltē , śhivāē namaḥ kartē , kyō̃ pūjtē haĩ , kuchh patā nahī̃ .
106People worship Shiva; they offer Him flowers and salute Him, but they don’t know why they worship Him.
92Lakṣhmī-nārāyaṇ key|kī pūjā kyō̃ kartē , vah kahā̃ gayē , kuchh patā nahī̃ .
107Neither do they know why they worship Lakshmi and Narayan nor where they have gone.
93Bhāratvāsī hī haĩ jō apnē pūjya kō bilkul jāntē nahī̃ .
108Only the people of Bharat don’t know who their worthy of worship souls are.
94Kriściyan jāntē haĩ , Christ phalānē saṃvat mē̃ āyā , ākar sthāpanā key|kī .
109Christians know that Christ came in the year such-and-such and established his religion.
95Śhivbābā kō kōī bhī nahī̃ jāntē .
110No one knows Shiv Baba.
96Patit-pāvan bhī śhiv kō hī kahtē haĩ .
111Only Shiva is called the Purifier.
97Vahī ūñch tē ūñch hai nā .
112He alone is the Highest on High.
98Unkī sabsē jāstī sēvā kartē haĩ .
113People serve (worship) Him the most.
99Sarv kā sadgati dātā hai .
114He is the Bestower of Salvation for all.
100Tumkō dēkhō kaisē paṛhātē haĩ .
115Look how He is teaching you.
101Bāp kō bulātē bhī haĩ ki ākar pāvan banāō .
116You call out to the Father to come and purify you.
102Mandir mē̃ kitnī pūjā kartē haĩ , kitnī dhūm-dhām , kitnā kharchā kartē haĩ .
117People do so much worship in the temples and celebrate with pomp and splendour; they incur so much expense.
103Śhrīnāth K|kē mandir mē̃ , jagannāth K|kē mandir mē̃ jākar dēkhō .
118Go and see this in the temples to Shrinath and Jagadnath.
104Hai tō ēk hī .
119The two are one and the same.
105Jagannāth ( jagat nāth ) kē pās chāval kā hāṇḍā chaṛhātē haĩ .
120A pot of rice is cooked at the temple to Jagadnath.
106Śhrīnāth par tō bahut māl banātē haĩ .
121At Shrinath, they have lots of varieties of rich food.
107Fark kyō̃ hōtā hai ?
122Why is there this difference?
108Kāraṇ chāhiē nā .
123There has to be a reason.
109Śhrīnāth kō bhī kālā , jagannāth kō bhī kālā kar dētē haĩ .
124Both the idols of Shrinath and Jagadnath are carved out of black stone.
110Kāraṇ tō kuchh bhī nahī̃ samajhtē .
125They don’t understand the reason for this at all.
111Jagat-nāth lakṣhmī nārāyaṇ kō hī kahtē haĩ yā rādhē-kr̥iṣhṇa kō kahē̃gē ?
126Would you say that Jagadnath represents Lakshmi and Narayan or Radhe and Krishna?
112Rādhē-kr̥iṣhṇa , lakṣhmī-nārāyaṇ kā sambandh kyā hai , yah bhī kōī nahī̃ jāntē haĩ .
127No one even understands what the relationship is between Radhe and Krishna and Lakshmi and Narayan.
113Abhī tum bachchō̃ kō mālūm paṛā hai ki ham pūjya dēvtā thē phir pujārī banē haĩ .
128You children now know that you were worthy of worship deities and that you have now become worshippers.
114Chakra lagāyā .
129You have been around the whole cycle.
115Abhī phir dēvtā bannē kē liē ham paṛhtē haĩ .
130You are now studying in order to become deities once again.
116Yah kōī manuṣhya nahī̃ paṛhātē haĩ .
131It is not a human being who is teaching you this.
117Bhagvānuvāch hai .
132These are the versions of God.
118Gyān sāgar bhī bhagvān kō kahā jātā hai .
133God is also called the Ocean of Knowledge.
119Yahā̃ tō bhakti K|kē sāgar bahut haĩ jō patit-pāvan gyān sāgar bāp kō yād kartē haĩ .
134Here, there are many oceans of devotion who remember the Purifier Father, the Ocean of Knowledge.
120Tum patit banē phir pāvan jarūr bannā hai .
135You have become impure. 136Therefore, you definitely have to become pure again.
121Yah hai hī patit duniyā .
137This is an impure world.
122Yah svarg nahī̃ hai .
138This is not heaven.
123Baikuṇṭh kahā̃ hai , yah kiskō patā nahī̃ hai .
139No one knows where Paradise is.
124Kahtē haĩ baikuṇṭh gayā .
140They say, “So-and-so has gone to Paradise”.
125Tō phir nark kā bhōjan ādi tum unkō kyō̃ khilātē hō .
141So why do they feed that soul with the food of hell (through a brahmin priest)?
126Satyug mē̃ tō bahut hī phal-phūl ādi hōtē haĩ .
142There are many varieties of flowers and fruit etc. in the golden age.
127Yahā̃ kyā hai ?
143What do you have here?
128Yah hai nark .
144This is hell.
129Abhī tum jāntē hō bābā dvārā ham svargvāsī bannē kā puruṣhārth kar rahē haĩ .
145You know that you are now being inspired by Baba to make effort to become residents of heaven.
130Patit sē pāvan bannā hai .
146You have to become pure from impure.
131Bāp nē yukti tō batāī hai - kalp-kalp bāp bhī yukti batlātē haĩ .
147The Father has shown you the way to do this. 148The Father shows you this way every cycle.
132Mujhē yād karō tō vikarma vināśh hōṅgē .
149Remember Me and your sins will be absolved.
133Abhī tum jāntē hō ham puruṣhōttam saṅgamyug par haĩ .
150You know that you are now at the most auspicious confluence age.
134Tum hī kahtē hō bābā ham 5 hazār varṣh pahlē yah banē thē .
151You say: Baba, we also became this 5000 years ago.
135Tum hī jāntē hō kalp-kalp yah amarkathā bābā sē suntē haĩ .
152You know that every cycle you listen to Baba telling you the story of immortality.
136Śhivbābā hī amarnāth hai .
153Shiv Baba is the Lord of Immortality.
137Bākī aisē nahī̃ ki pārvatī kō baiṭh kathā sunātē haĩ .
154However, it wasn’t that He sat and told the story to Parvati.
138Vah hai bhakti .
155That is devotion.
139Gyān aur bhakti kō tumnē samjhā hai .
156You have now understood what this knowledge is and what devotion is.
140Brāhmaṇō̃ kā din aur phir brāhmaṇō̃ key|kī rāt .
157There is the day of Brahmins and the night of Brahmins.
141Bāp samjhātē haĩ tum brāhmaṇ hō nā .
158The Father explains: You are Brahmins.
142Ādi dēv bhī brāhmaṇ hī thā , dēvtā nahī̃ kahē̃gē .
159Adi Dev was also a Brahmin; he cannot be called a deity.
143Ādi dēv kē pās bhī jātē haĩ , dēviyō̃ K|kē bhī kitnē nām haĩ .
160People go to see the idol of Adi Dev. 161So many names have been given to the goddesses.
144Tumnē service kī hai tab tumhārā gāyan hai , bhārat jō viceless thā vah phir vicious ban jātā hai .
162It is because you did so much service that you are remembered. 163The Bharat that was viceless then became vicious.
145Abhī rāvaṇrājya hai nā .
164It is now Ravan's kingdom.
146Saṅgamyug par tum bachchē abhī puruṣhōttam bantē hō , tumhārē par br̥ihaspati kī daśhā avināśhī baiṭhtī hai tab tum amarpurī K|kē mālik ban jātē hō .
165It is at this confluence age that you children become the most elevated human beings. 166You have the imperishable omens of Jupiter over you. 167You then become the masters of the land of immortality.
147Bāp tumhē̃ paṛhā rahē haĩ , manuṣhya sē dēvtā banānē kē liē .
168The Father is teaching you in order to make you into deities from human beings.
148Svarg K|kē mālik bannē kō br̥ihaspati kī daśhā kahā jātā hai .
169To become a master of heaven means that you have the omens of Jupiter over you.
149Tum svarg amarpurī mē̃ tō jarūr jāyēṅgē .
170You will definitely go to heaven, that land of immortality.
150Bākī paṛhāī mē̃ daśhāyē̃ nīchē-ūpar hōtī rahtī haĩ .
171However, while you are studying, the omens keep fluctuating.
151Yād hī bhūl jātī hai .
172You completely forget to have remembrance.
152Bāp nē kahā hai mujhē yād karō .
173The Father has told you: Remember Me!
153Gītā mē̃ bhī hai bhagvānuvāch - kām mahāśhatru haĩ .
174It says in the Gita too: "God speaks: Lust is the greatest enemy."
154Paṛhtē bhī haĩ parantu vikār kō jīttē thōṛēhī haĩ .
175People study that Gita, but they don’t conquer that vice.
155Bhagvān nē kab kahā ?
176When did God say this?
1565 hazār varṣh huā .
177Five thousand years ago.
157Ab phir bhagvān kahtē haĩ kām mahāśhatru hai , in par jīt pānī hai .
178Now, once again, God speaks: Lust is the greatest enemy. 179Conquer it!
158Yah ādi-madhy-ant duḥkh dēnē vālā hai .
180It causes you sorrow from its beginning through the middle to the end of it.
159Mukhya hai kām key|kī bāt , is par hī patit kahā jātā hai .
181The main vice is lust. 182It is because of this that everyone is said to be impure.
160Abhī patā paṛā hai , yah chakra phirtā hai .
183You now know how this cycle turns.
161Ham patit bantē haĩ , phir bāp ākar pāvan banātē haĩ - drama anusār .
184According to the drama, we become impure and the Father then comes and purifies us.
162Bābā bār-bār kahtē haĩ pahlē-pahlē alpha key|kī bāt yād karō , śhrīmat par chalnē sē hī tum śhrēṣhṭh banē̃gē .
185Baba repeatedly says: First of all, remember what Alpha says: Only by following shrimat will you become elevated.
163Yah bhī tum samajhtē hō ham pahlē śhrēṣhṭh thē phir bhraṣhṭa banē̃ .
186You do understand that, previously, you were elevated and that you have now become corrupted.
164Ab phir śhrēṣhṭh bannē kā puruṣhārth kar rahē haĩ .
187You are now once again making effort to become elevated.
165Daivī-guṇ dhāraṇ karnā hai .
188Imbibe divine virtues.
166Kiskō bhī duḥkh nahī̃ dēnā hai .
189Don't cause sorrow to anyone.
167Sabkō rāstā batātē jāō , bāp kahtē haĩ mujhē yād karō tō pāp kaṭ jāyē̃ .
190Continue to show everyone the path. 191The Father says: Remember Me, and your sins will be cut away.
168Patit-pāvan tum mujhē hī kahtē hō nā .
192You call Me alone the Purifier.
169Yah kōī kō patā nahī̃ ki patit-pāvan kaisē ākar pāvan banātē haĩ .
193No one knows how the Purifier comes and purifies everyone.
170Kalp pahlē bhī bāp nē kahā thā māmēkam yād karō .
194A cycle ago too, the Father said: Constantly remember Me alone.
171Yah yōg agni hai , jissē pāp dagdha hōtē haĩ .
195It is in this fire of yoga that your sins can be burnt away.
172Khād nikalnē sē ātmā pavitra ban jātī hai .
196When the alloy is removed, souls become pure.
173Khād sōnē mē̃ hī ḍāltē haĩ .
197Gold has alloy mixed into it.
174Phir zewar bhī aisā bantā hai .
198Therefore, the jewellery made from it is likewise.
175Abhī tum bachchō̃ kō bāp nē samjhāyā hai ātmā mē̃ kaisē khād paṛī hai , unkō nikālnā hai .
199The Father has now explained to you children how alloy has become mixed into souls. 200It has to be removed.
176Bāp kā bhī drama mē̃ part hai jō tum bachchō̃ kō ākar dēhī-abhimānī banātē haĩ .
201It is in the Father’s part in the drama to come and make you children soul conscious.
177Pavitra bhī bannā hai .
202You do have to become pure.
178Tum jāntē hō satyug mē̃ ham vaiṣhṇav thē .
203You know that you were Vaishnavs in the golden age.
179Pavitra gr̥ihasth āśhram thā .
204That was the pure family ashram.
180Abhī ham pavitra ban aur viṣhṇupurī K|kē mālik bantē haĩ .
205We are now becoming the pure masters of the land of Vishnu.
181Tum double vaiṣhṇav bantē hō .
206You are becoming double Vaishnavs (pure and vegetarian).
182Sachchē-sachchē vaiṣhṇav tum hō .
207You are true Vaishnavs.
183Vah haĩ vikārī vaiṣhṇav dharm K|kē .
208Those people belong to the Vaishnav religion of those who indulge in the vices.
184Tum hō nirvikārī vaiṣhṇav dharm K|kē .
209You belong to the viceless Vaishnav religion.
185Abhī ēk tō bāp kō yād kartē hō aur knowledge jō bāp mē̃ hai , vah tum dhāraṇ kartē hō .
210Firstly, you now remember the Father and secondly, you imbibe this knowledge that the Father gives you.
186Tum rājāō̃ kā rājā bantē hō .
211You are becoming the kings of kings.
187Vah rājāyē̃ bantē haĩ alpkāl , ēk janm kē liē .
212Those people become kings for a short time, for just one birth.
188Tumhārī rājāī hai 21 pīṛhī arthāt full age|as pās|pass kartē hō .
213Your kingdom extends over 21 generations, that is, you pass through the full age.
189Vahā̃ kab akālē mr̥iityu nahī̃ hōgā .
214There is never untimely death there.
190Tum kāl par jīt pātē hō .
215You are now conquering death.
191Samay jab hōtā hai tō samajhtē hō ab yah purānī khal chhōṛ naī lēnī hai .
216When it is the time, you understand that you will have to shed your old skins and take new ones.
192Tumkō sākṣhātkār hōgā .
217You will have visions of that.
193Khuśhī K|kē bājē bajtē rahtē haĩ .
218Bands will play in happiness.
194Tamōpradhān śharīr kō chhōṛ satōpradhān śharīr lēnā yah tō khuśhī key|kī bāt hai .
219It is a matter of great happiness when you shed your tamopradhan body and take a satopradhan one.
195Vahā̃ 150 varṣh āyu average rahtī hai .
220There, the average lifespan is 150 years.
196Yahā̃ tō akālē mr̥iityu hōtī rahtī hai kyōṅki bhōgī haĩ .
221Here, there continues to be untimely death because they all indulge in vice.
197Jin bachchō̃ kā yōg yathārth hai unkī sarv karmēndriyā̃ yōgbal sē vaśh mē̃ hōṅgī .
222The children who have accurate yoga can control all of their physical organs with the power of yoga.
198Yōg mē̃ pūrā rahnē sē karmēndriyā̃ śhītal hō jātī haĩ .
223When you stay in yoga fully, your physical organs become cool.
199Satyug mē̃ tumkō kōī bhī karmēndriyā̃ dhōkhā nahī̃ dētī haĩ , kabhī aisē nahī̃ kahē̃gē ki karmēndriyā̃ vaśh mē̃ nahī̃ haĩ .
224None of your physical organs will deceive you in the golden age. 225There, you would never say that your physical organs are out of control.
200Tum bahut ūñch tē ūñch pad pātē hō .
226You are claiming the highest-on-high status.
201Inkō kahā jātā hai br̥ihaspati key|kī avināśhī daśhā .
227This is known as the imperishable omens of Jupiter.
202Vr̥ikṣhapati manuṣhya sr̥iṣhṭi kā bījrūp hai bāp .
228The Father is the Lord of the Tree, the Seed of the Human World Tree.
203Bīj hai ūpar mē̃ , unkō yād bhī ūpar mē̃ kartē haĩ .
229The Seed is up above and you remember Him up above.
204Ātmā bāp kō yād kartī hai .
230The soul remembers his Father.
205Tum bachchē jāntē hō bēhad kā bāp hamkō paṛhātē haĩ , vah ātē hī ēk bār haĩ amarkathā sunānē .
231You children know that the unlimited Father is teaching you. 232He only comes once to tell us the story of immortality.
206Amarkathā kahō , satya nārāyaṇ kī kathā kahō , us kathā kā bhī arth|earth nahī̃ samajhtē haĩ .
233Whether you call it the story of immortality or the story of the true Narayan, people don’t know the meaning of that story.
207Satya nārāyaṇ kī kathā sē nar sē nārāyaṇ bantē haĩ .
234By listening to the story of the true Narayan, you become Narayan from an ordinary human.
208Amarkathā sē tum amar bantē hō .
235By listening to the story of immortality, you become immortal.
209Bābā har ēk bāt clear kar samjhātē haĩ .
236Baba explains everything very clearly.
210Achchhā !
237Achcha.
211Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
238To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
212Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
239The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
213Dhārṇā kē liē mukhya sār :
240Essence for dharna:
2141 ) yōgbal sē apnī sarv karmēndriyō̃ kō vaśh mē̃ karnā hai .
241 1. Control all your physical organs with the power of yoga.
215Ēk vr̥ikṣhapati bāp kī yād mē̃ rahnā hai .
242Stay in remembrance of the one Father, the Lord of the Tree.
216Sachchā vaiṣhṇav arthāt pavitra bannā hai .
243Become a true Vaishnav; that means, become pure.
2172 ) savērē uṭhkar pahlā pāṭh pakkā karnā hai ki maĩ ātmā hū̃ , śharīr nahī̃ .
244 2. Wake up early in the morning and make the first lesson firm: I am a soul, not a body.
218Hamārā rūhānī bābā hamkō paṛhātē haĩ , yah duḥkh key|kī duniyā ab badalnī hai … aisē buddhi mē̃ sārā gyān simraṇ hōtā rahē .
245Our spiritual Baba is teaching us. 246This world of sorrow now has to change. 247Continue to use your intellect to churn all of this knowledge in this way.
Blessing
219Vardān : her|har khajānē kō kārya mē̃ lagākar padamō̃ key|kī kamāī jamā karnē vālē padmāpadam bhāgyaśhālī bhav
248Blessing: May you be multimillion times fortunate and accumulate an income of multimillions by using every treasure.
220Her|har second padamō̃ key|kī kamāī jamā karnē kā vardān drama mē̃ saṅgam K|kē samay kō milā huā hai .
249 According to the drama, it is at the time of the confluence age that you receive the blessing of accumulating an income of multimillions at every second.
221Aisē vardān kō svayã prati jamā karō aur aurō̃ kē prati dān karō , aisē hī saṅkalp K|kē khajān kō , gyān K|kē khajānē kō , sthūl dhan rūpī khajānē kō kārya mē̃ lagākar padamō̃ key|kī kamāī jamā karō kyōṅki is samay sthūl dhan bhī īśhvar arth|earth samarpaṇ karnē sē ēk nayā paisā ēk ratna samān value kā hō jātā hai - tō in sarv khajānō̃ kō svayã kē prati vā sēvā kē prati kārya mē̃ lagāō tō padmāpadam bhāgyaśhālī ban jāyēṅgē .
250Use such a blessing for yourself and also donate it to others. 251Similarly, use the treasure of thoughts, the treasure of this knowledge and the treasure of physical wealth and thereby accumulate an income of multimillions. 252Because, by surrendering your physical wealth to God at this time, the value of one new paisa (penny) becomes equal to a jewel. 253So, use all the treasures for yourself and for service and you will become multimillion times fortunate.
Slogan
222Slōgan : jahā̃ dil kā snēh hai vahā̃ sabkā sahyōg sahaj prāpt hōtā hai .
254Slogan: When there is love in your heart, you can easily receive everyone’s co-operation.
255*** Om Shanti ***
223Avyakt iśārē-ātmik sthiti mē̃ rahnē kā abhyās karō , antarmukhī banō
256Avyakt Signal: Practise being in the stage of soul consciousness, be introverted.
224Ab aisē ṭrānsapērēṇṭ ( pāradarśī ) hō jāō jō āpkē śharīr K|kē andar ātmā virājmān hai , vah spaṣhṭ sabhī kō dikhāī dē .
257Now become so transparent that the soul residing in your body is clearly visible to everyone.
225Āpkā ātmik svarūp unhō̃ kō apnē ātmik svarūp kā sākṣhātkār karāyē , iskō hī kahtē haĩ avyakt vā ātmik sthiti kā anubhav karānā .
258Let your soul-conscious form give them a vision of the form of their own souls. 259This is known as giving an experience of the avyakt or soul-conscious stage.