मंगलवार 24 जून 2025 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
024-06-25 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' mātēśhvarī ' ' madhuban
0 24/06/25 Madhuban Mateshwari Om Shanti Original 1965
1 « mātēśhvarī jī K|kē puṇya smr̥iti divas par prātaḥclass mē̃ sunānē kē liē madhur mahāvākya ' '
1Sweet elevated version of Mateshwariji to be read in class on the day of remembrance.
Song
2Gīt : mērā chhōṭā-sā dēkhō yē saṅsār hai … .
2Song: Look at my small world…
Murli
3Yah gīt kis samay kā gāyā huā hai kyōṅki is saṅgam samay hī ham brāhmaṇ kul kā yah chhōṭā-sā saṅsār hai .
3When was this song sung? 4It is only at the time of this confluence age that our Brahmin clan has this small world.
4Yah hamārā kaun-sā parivār hai , vah number-vār batlātē haĩ .
5What is this family of ours, that is shown numberwise?
5Ham parampitā paramātmā śhiv K|kē pōtrē haĩ , brahmā sarasvatī key|kī mukh santān haĩ aur viṣhṇu śhaṅkar hamārē tāyā jī haĩ aur ham āpas mē̃ sabhī bhāī bahan ṭhaharē .
6We are the grandchildren of the Supreme Father, the Supreme Soul, Shiva, the mouth-born children of Brahma and Saraswati. 7Vishnu and Shankar are our uncles, and, among ourselves, we are all brothers and sisters.
6Yah hai apnā chhōṭā-sā saṅsār . . . inkē āgē aur sambandh rachā hī nahī̃ hai , isī samay kā itnā hī sambandh kahē̃gē .
8This is our small world. 9There are no other relationships created beyond this. 10At this time, we would say that there are only these relationships.
7Dēkhō hamārā sambandh kitnā baṛī authority sē hai !
11Look at what our relationship is with such a great Authority!
8Hamārā grand papa hai śhiv , unkā nām kitnā bhārī hai , vō sārī manuṣhya sr̥iṣhṭi kā bīj-rūp hai .
12Our GrandPapa is Shiva. 13His name is so important and He is the Seed of the human world.
9Sarv ātmāō̃ kā kalyāṇkārī hōnē kāraṇ unkō kahā jātā hai her|har her|har bhōlānāth śhiv mahādēv .
14Because He is the Benefactor of the whole world, He is called “Har Har Bholanath Shiv Mahadev” (Bholanath, the Innocent Lord Shiva, who is the great Deity).
10Vō sārī sr̥iṣhṭi kā duḥkh hartā , sukh kartā hai , us dvārā hamē̃ sukh-śhānti-pavitratā kā baṛā hak miltā hai , śhānti mē̃ phir kōī karmbandhan kā hisāb-kitāb nahī̃ rahtā .
15He is the Remover of Sorrow and Bestower of Happiness for the whole world. 16We receive a huge right to happiness, peace and purity from Him. 17In peace, there are no karmic accounts.
11Parantu yah dōnō̃ vastu pavitratā K|kē ādhār par rakhtē haĩ .
18However, both of these things (peace and happiness) are based on purity.
12Jab tak pitā key|kī parvariśh kā pūrṇ varsā lē , pitā sē certificate nahī̃ milā hai , tab tak vō varsā mil nahī̃ saktā .
19Until you have claimed your full inheritance of the Father’s sustenance, until you receive the certificate from the Father, you cannot claim that inheritance.
13Dēkhō , brahmā kē ūpar kitnā baṛā kām hai - mlēchchh 5 vikārō̃ mē̃ mailī apavitr ātmāō̃ kō gulgul banātē haĩ , jis alaukik kārya kā ujūrā phir satyug kā pahlā number śhrīkr̥iṣhṇa pad miltā hai .
20Look, Brahma has such a big task to accomplish: he makes souls, who have become dirty and impure with the five vices, so beautiful. 21The result of this alokik task that he is given is the status of the first number Shri Krishna.
14Ab dēkhō us pitā kē sāth tumhārā kaisā sambandh hai !
22Look at the relationship you have with that Father now.
15Tō kitnā bēphikar aur khuśh hōnā chāhiē .
23So, how carefree and happy should you be?
16Ab har ēk apnī dil sē pūchhē ham unkē pūrṇ rīti hō chukē haĩ ?
24Now, let each one of you ask your heart: Do I belong to Him completely?
17Sōchnā chāhiē ki jab paramātmā bāp āyā hai tō unsē ham complete varsā lē lēvē̃ .
25You should think that, since the Father, the Supreme Soul, has come, let us claim our complete inheritance from Him.
18Student kā kām hai sampūrṇ puruṣhārth kar scholarship lēnā , tō ham pahlā number lottery kyō̃ na win karē̃ !
26A student’s duty is to make complete effort and claim a scholarship, so why should we not win the first number lottery?
19Vah hai vijay mālā mē̃ pirōyā jānā .
27This is what it means to be threaded in the rosary of victory.
20Bākī kōī haĩ jō dō laḍḍū pakaṛkar baiṭhē haĩ , yahā̃ kā bhī had kā sukh lū̃ aur vahā̃ bhī vaikuṇṭha mē̃ kuchh-na-kuchh sukh lē lē̃gē , aisē vichārvān kō madhyam aur kaniṣhṭha puruṣhārthī kahē̃gē , na ki sarvōttam puruṣhārthī .
28However, there are some who sit and hold a ladoo (sweet ball), wanting to experience some limited happiness here and also wanting to experience a little happiness in Paradise. 29Those who have such thoughts can only be said to be effort-makers whose efforts are of a middle or low level, not those who are the most elevated effort-makers.
21Jab bāp dēnē mē̃ ānā-kānī nahī̃ kartā tō lēnē vālē kyō̃ kartē haĩ ?
30Since the Father is not quibbling about giving you everything, why do those who are receiving it do this?
22Tab gurunānak nē kahā paramātmā tō dātā hai , samarth hai magar ātmāō̃ kō lēnē key|kī bhī tākat nahī̃ , kahāvat hai dēndā dē , lēndā thak pāvē .
31This is why Guru Nanak said: “God is the Bestower, He is the Almighty, but souls do not have the power to take from Him.” 32There is the saying: “The One who is giving continues to give, but those who are receiving become tired of receiving it.”
23 ( dēnē vālā dētā hai lēkin lēnē vālā thak jātā hai ) āpkē dil mē̃ ātā hōgā ham kyō̃ nahī̃ chāhē̃gē ki ham bhī yah pad pāyē̃ parantu dēkhō , bābā kitnī mēhnat kartā hai , phir bhī māyā kitnā vighna ḍāltī hai , kyō̃ ?
33You may have the feeling in your heart: Why would I not want to claim this status? 34However, look, Baba is making so much effort and, even then, Maya creates so many obstacles. 35Why?
24Ab māyā kā rājya samāpt hōnē vālā hai .
36The kingdom of Maya is now about to finish.
25Ab māyā nē sārā sār nikāl diyā hai tab hī paramātmā ātā hai .
37Maya has now taken away all your strength and this is why God comes.
26Usmē̃ sab ras samāyā huā hai , unsē sabhī sambandhō̃ key|kī rasnā miltī hai tab hī tvamēv mātāśhcha pitā . . . ādi yah mahimā us paramātmā key|kī gāī huī hai , tō balihārī is samay kī hai jō aisā sambandh huā hai .
38All sweetness is merged in Him. 39You receive the sweetness of all relationships from Him. 40This is why it is said: “You are the Mother and You are the Father.” 41This is the praise sung of that Supreme Soul. 42So, it is because of the greatness of this time that you have such a relationship with Him.
27Tō paramātmā kē sāth itnā sampūrṇ sambandh jōṛnā hai jō 21 janmō̃ K|kē liyē sukh prāpt hō jāyē , yah hai puruṣhārth key|kī siddhi .
43We have to forge a complete relationship with God, so that we receive the happiness of 21 births from Him. 44This is the success of your efforts.
28Parantu 21 janm kā nām sun ṭhaṇḍē mat paṛ jānā .
45However, when you hear of 21 births, do not get cold feet.
29Aisē nahī̃ sōchnā ki 21 janmō̃ K|kē liyē itnā is samay puruṣhārth bhī karē̃ , phir bhī 21 janmō̃ kē bād girnā hī hai tō siddhi kyā huī ?
46Do not think that you have to make so much effort at this time, for 21 births. 47Then, even after 21 births, you have to come down, so what is the success in that?
30Parantu drama K|kē andar ātmāō̃ key|kī jitnī sarvōttam siddhi mukarar hai vō tō milēgī nā !
48However, whatever elevated success is fixed for you souls in the drama, you will receive that anyway.
31Bāp ākarkē hamē̃ sampūrṇ stage par pahuñchā dētā hai , parantu ham bachchē bābā kō bhūl jātē haĩ tō jarūr girē̃gē , ismē̃ bāp kā kōī dōṣh nahī̃ hai .
49The Father comes and enables us to reach our stage of perfection, but, even then, we children forget Baba and so we will definitely fall. 50The Father is not to be blamed for this.
32Ab kamī huī tō ham bachchō̃ key|kī , satyug trētā kā sārā sukh is janm K|kē puruṣhārth par ādhār rakhtā hai tō kyō̃ na sampūrṇ puruṣhārth kar apnā sarvōttam part bajāyē̃ !
51It is the shortcoming of us children because all the happiness of the golden and silver ages depends on the efforts we make at this time. 52So why should we not make complete efforts and play our most elevated parts?
33Kyō̃ na puruṣhārth kar vah varsā lēvē̃ .
53Why should we not make effort and claim our inheritance?
34Puruṣhārth manuṣhya sadā sukh K|kē liyē hī kartā hai , sukh duḥkh sē nyārē hōnē K|kē liyē kōī puruṣhārth nahī̃ kartā , vō tō drama K|kē ant mē̃ paramātmā āē sabhī ātmāō̃ kō sajā dē , pavitra banāē part sē mukt karē̃gē .
54Human beings always make effort to attain happiness. 55They don’t make effort to go beyond happiness and sorrow. 56God comes at the end of the drama, punishes all souls, makes them pure and liberates them from their parts.
35Yah tō paramātmā kā kārya hai vō apnē mukarar samay par āpēhī ākar batātā hai .
57That is God’s task which He comes and carries out and tells us at His fixed time.
36Ab jab ātmāō̃ kō phir bhī part mē̃ ānā hī paṛēgā tō kyō̃ na sarvōttam part bajāyē̃ .
58Since souls have to come to play their parts again, why should they not play their highest parts?
37Manuṣhya sr̥iṣhṭi kō sukhdāī banānē vālā bāp jāntā hai ki manuṣhya sr̥iṣhṭi sukhdāī kaisē banēgī ?
59The Father who makes the human world a place that gives happiness knows how the world will become a place that gives happiness.
38Jab tak ātmāyē̃ svachchha nahī̃ banī haĩ tab tak saṅsār sukhdāī nahī̃ hō saktā hai isliyē vō ā karkē pahlē-pahlē ātmāō̃ kō hī svachchha banātē haĩ .
60Until souls become clean (pure), the world cannot be a place that gives happiness and this is why He comes and first of all makes us souls clean.
39Abhī ātmā kō impyuriṭī ( asvachchhatā ) lagī hai .
61Souls are now covered with impurity.
40Pahlē us impyuriṭī kō nikālnā hai .
62First, this impurity has to be removed.
41Phir ātmā K|kē bal sē her|har chīz sē unkī tamōpradhāntā badal karkē satōpradhāntā hōgī , jiskō kahē̃gē ki sabhī golden aged mē̃ ā jātē haĩ , tō yah tatva ādi sab golden aged stage mē̃ ā jātē haĩ .
63Then, with the power of souls, everything will change from being tamopradhan to satopradhan, which is referred to as everyone going into the golden age. 64Then, all the elements, etc. will go into their golden-aged stage.
42Parantu pahlē ātmā key|kī stage badaltī hai .
65However, first of all, the stage of souls changes.
43Tō ātmāō̃ kā badlānē vālā arthāt ātmāō̃ kō pyūriphāīḍ banānē vālā phir authority vō hō gayā .
66The One who changes souls, that is, the One who purifies souls, is that Authority.
44Tum dēkhtē hō nā ki abhī duniyā badaltī jā rahī hai .
67You can see that the world is now changing.
45Pahlē tō apnē kō badalnā hai , jab ham apnē kō badalē̃gē tab uskē ādhār sē duniyā badalēgī .
68First, we have to change ourselves. 69After we first change ourselves, then, on this basis, the world will change.
46Agar abhī tak hamārē mē̃ phark nahī̃ āyā hai , apnē kō hī nahī̃ badalā hai tō phir duniyā kaisē badalēgī isliē apnī jāñch rōz karō .
70If there hasn’t been any change in us until now, if we haven’t changed ourselves, then how would the world change? 71This is why you have to check yourselves every day.
47Jaisē pōtāmēl rakhnē vālē rāt kō apnā khātā dēkhtē haĩ nā ki āj kyā jamā huā ?
72Those who keep their charts look at their accounts at night and see what has been accumulated.
48Sab apnā hisāb rakhtē haĩ .
73Everyone keeps their accounts.
49Tō yah bhī apnā pōtāmēl rakhnā hai ki sārē din mē̃ hamārā kitnā phāydā rahā , kitnā nuksān rahā ?
74So, here, too, you have to keep your accounts and see how much you profited and how much you lost throughout the day.
50Agar nuksān mē̃ kuchh jyādā gayā tō phir dūsrē din K|kē liyē phir khabardār rahnā hai .
75If there is a greater loss, you have to be extra careful the next day.
51Isī tarah sē apnā attention rakhnē sē phir ham phāydē mē̃ jātē-jātē apnī jō position hai uskō pakaṛtē chalē̃gē .
76By paying attention to yourselves in this way, you will go into profit and will be able to reach your position.
52Tō aisī jāñch rakhtē apnē kō badalā|badlā huā mahsūs karnā chāhiē .
77By paying attention to yourselves in this way, you would feel the transformation in you.
53Aisē nahī̃ ki ham tō dēvtā banē̃gē , vah tō pīchhē banē̃gē , abhī jaisē haĩ vaisē ṭhīk haĩ . . . .
78Do not think that you will become deities anyway, that, that will come later, but that you are fine as you are now.
54Nahī̃ . 55Abhī sē vah dēvtāī saṅskār banānē haĩ .
79No, you have to create your deity sanskars now.
56Abhī tak jō 5 vikārō̃ K|kē vaśh saṅskār chaltē thē , abhī dēkhnā hai ki un vikārō̃ sē ham chhūṭtē jā rahē haĩ ?
80Until now, we had been moving along under the influence of the five vices, but now we have to see whether we are being liberated from those vices.
57Hamārē mē̃ jō krōdh ādi thā vah nikaltā jā rahā hai ?
81Is the anger that I had in me being removed?
58Lōbh yā mōh ādi jō thā vah sab vikārī saṅskār badaltē jā rahē haĩ ?
82Are the vicious sanskars of greed and attachment changing?
59Agar badaltē jā rahē haĩ , chhūṭtē jā rahē haĩ tō mānō ham badaltē jā rahē haĩ .
83If they are changing and you are being liberated from them, then you can understand that you are changing.
60Agar nahī̃ chhūṭtē haĩ tō samjhō ki abhī ham badalē|badlē nahī̃ hai .
84If they are not being removed, then you must understand that you have not changed yet.
61Tō badalnē kā phark mahsūs hōnā chāhiē , apnē mē̃ change ānī chāhiē .
85You should feel the difference in your transformation. 86There should be some change in you.
62Aisē nahī̃ ki sārā din vikārī khātē mē̃ hī chaltē rahē̃ , bākī samajhē̃ ki hamnē achchhā kōī dān-puṇya kiyā , bas .
87Let it not be that you continue to move along on the basis of the vicious accounts throughout the day and think that you have made a good donation or performed some charity and so that is fine.
63Nahī̃ . 64Hamārā jō karma kā khātā chaltā hai , usī mē̃ hamkō sambhalnā hai .
88No; we have to look after ourselves according to our accounts of karma.
65Ham jō kuchh kartē haĩ usmē̃ kisī vikār K|kē vaśh hō apnā vikarmī khātā tō nahī̃ banātē haĩ ?
89Whatever I am doing, under the influence of any vice, am I accumulating in my account of sin?
66Ismē̃ apnē āpkō sambhālnā hai .
90I have to look after myself in this.
67Yah sārā pōtāmēl rakhnā hai aur sōnē sē pahlē 10-15 minute apnē kō dēkhnā chāhiē ki sārā din hamārā kaisē bītā ?
91Keep a chart of this and, before going to bed, look at yourself for 10 to 15 minutes to see how you spent your day.
68Kaī tō note bhī kartē haĩ kyōṅki pichhlē pāpō̃ kā jō sir par bōjh hai usē bhī miṭānā hai , uskē liē bāp kā pharmān hai mujhē yād karō , tō vah bhī hamnē kitnā samay yād mē̃ diyā ?
92You should even note down everything, because the burden of your past sins on your heads also has to be removed. 93For that, the Father’s orders are: Remember Me. 94So, how long did I spend in remembrance?
69Kyōṅki yah chart rakhnē sē dūsrē din K|kē liyē sāvdhān rahē̃gē .
95By keeping this chart, you will be cautious the next day.
70Aisē sāvdhān rahtē-rahtē phir sāvdhān hō jāyēṅgē phir hamārē karma achchhē rahtē chalē̃gē aur phir aisā kōī pāp nahī̃ hōgā .
96By being cautious in this way, you will be careful and your actions will then be good and you won’t commit any sin.
71Tō pāpō̃ sē hī tō bachnā hai nā .
97You have to stop yourselves from committing sin.
72Achchhā - mīṭhī mā̃ kā mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ prati yādpyār aur good morning .
98Achcha, love, remembrance and good morning from your sweet Maa to you sweet children.
73Sandēśhī K|kē tan dvārā sarasvatī mā̃ sē avyakti prabhu kā milan ēvã sãvād
99Avyakt meeting with God and a dialogue of Saraswati Maa through a trance messenger.
74Bēṭī śhrī rādhē dēkhō , tērē pās|pass kaun āē padhārā hai ?
100Daughter Shri Radhe, look who has come to you.
75Kitnī baṛī tākat tumsē bātchīt kar rahī hai .
101Such a great power is conversing with you.
76Mērē ānē K|kē rāz sē tum khud kō bhī jān saktī hō .
102By understanding the secret of My coming, you can also know yourself.
77Ānē vālē key|kī position kē sāth khud key|kī position athavā pad kō bhī jān saktī hō .
103Together with the position of the One who has come, you can also know your own position, that is, your status.
78Hē rādhē bēṭī , tum mērā jalvā dēkhnā chāhtī hō !
104O daughter Radhe, do you want to see My splendour?
79Maĩ chāhū̃ tō ēk second mē̃ vināśh karā saktā hū̃ . 80Parantu kartā nahī̃ hū̃ kyōṅki virāṭ film anusār jō jō kartavya jis jis dvārā jaisē play hōnē haĩ , vah avaśhya play hōṅgē .
105If I want, I can enable destruction to take place in a second, but I do not do that because according to the variety-form film, whatever duties (parts) are to be enacted by everyone, they will definitely play them in that way.
81Avyakt prabhū anādi kāydē kānūn kō jānnē vālā hī anādi kāydō̃ key|kī pahchān ākar dētā hai .
106Only avyakt God, who knows the eternal laws, can come and give us recognition of these eternal laws.
82Yah sārī sr̥iṣhṭi kā anādi khēl stage par play hōtā hai , tō practical play hōnē mē̃ samay lētā hai , agar itnē varṣhō̃ kā khēl ēk second mē̃ pūrā kar dū̃ tō bākī khēl kyā chalē !
107The eternal play of the whole world takes place on the stage, and it takes time for the play to be enacted practically. 108If I finish the play of so many years in just a second, then what would remain of the play?
83Tō jō jō taklīph jaisē jaisē dēkhnī athavā sahan karnī hai , vō vaisē hī usī aṭpaṭē rāz sē repeat hōtī hai .
109Whatever difficulties are to be seen or tolerated have to repeat in the same way according to the complicated secret.
84Yah aṭpaṭī repetition hai jiskō hē pyārī mam rādhē tum aur maĩ dēkh kitnā harṣhit hōtā hū̃ .
110This is a complicated repetition which our lovely Radhe, you and I are happy to witness.
85Is virāṭ drama K|kē sabhī part taste lēnē vālē banē huē haĩ .
111In this variety drama, a test has to be given for all parts.
86Is khēl kō chalānē vālā agar chāhē tō ēk second mē̃ is ḍrāmē kō ḍrāp kar phir nayē sirē sē śhurū kar dēvē , parantu kartā nahī̃ hai kyōṅki īśhvar kō bhī is sādhāraṇ rīti sē kartavya chalānā paṛtā hai .
112The One who is making this play move, if He wants, he can drop this drama in a second and then start anew, but He doesn’t do that, because God too has to do everything in this ordinary way.
87Svayã sarvśhaktivān nirākār īśhvar sākār mē̃ hai parantu sādhāraṇ vēṣh mē̃ !
113God, the Incorporeal Almighty Authority Himself, is here in the corporeal form, but in an ordinary dress.
88Yahī tō bhūlbhulaiyā kā khēl hai , jiskō jō jānē vah jānī jānanhār .
114This is the amazing game of the maze, and the One who knows it is Janijananhar (One who knows everything).
89Bēṭī śhrī rādhē , priya vatsō̃ kō yah sahan karnē kā mārg bhī avaśhya tay karnā hai .
115Daughter Shri Radhe, this path of the beloved children having to tolerate also has to be taken.
90Yadyapi maĩ chāhū̃ tō apnē vatsō̃ prati isē sahaj mārg bhī banā saktā hū̃ kyōṅki sākṣhātkār karānē key|kī chābī mērē hāth mē̃ hai .
116If I want, I can create an easy path for My children, because I have the key to grant visions in My hand.
91Agar kisī bhī dhanvān bhakta kō kisī dēvtā kā sākṣhātkār karā dū̃ , tō vah apnā sārā dhan lē yagya mē̃ āē svāhā kar dēvē , kyōṅki īśhvar tō sabhī dhanvānō̃ kā dhanvān hai .
117If I grant a vision of any deity to a wealthy devotee, he would bring all his wealth to the yagya and surrender it all, because God is the wealthiest of the wealthy.
92Lēkin tērā pitā chāhtā hai ki maĩ apnē beggars priya vatsō̃ kō prince aur princess banāū̃ , isliē tum yah sab sahan karnē kē bād hī prince aur princess jāē banē̃gē .
118However, your Father wants to make His lovely beggar children into princes and princesses. 119This is why you will become princes and princesses only after you have tolerated everything.
93Pitā jāntā hai ki vatsō̃ kō yah sahan karnē kā mārg avaśhya tay karnā hai kyōṅki sahan karnā , yah īśhvarīy va daivī guṇ hai , jismē̃ hī khuśhī samāī huī hai .
120The Father knows that you children definitely have to take this path of tolerating, because to tolerate everything is a Godly and divine virtue, which has happiness merged in it.
94Is guṇ sē īśhvarīy sukh mahsūs hōtā hai .
121With this virtue, you can experience Godly happiness.
95Sahan kartē bhī tum kitnī mauj manātē hō , yahī gōpanīy gyān hai .
122Even while tolerating everything, you celebrate with so much pleasure. 123This is the entertaining knowledge.
96Aisā anāsakt yōgī hī sthāī sukh kō prāpt kartā hai .
124Only such yogis who are free from any temptation can attain permanent happiness.
97Abhī tō parīkṣhāō̃ kā samay najdīk ā pahuñchā hai , har ēk vats ānē vālī parīkṣhāō̃ kō in advance sāmnē rakh us abhyās mē̃ chaltā chalē .
125The time for exams has now come close. 126Each and every child has to keep the exams that are to come in front of them in advance and continue to move along with that practice.
98Bhal kōī bhī vats kō khān-pān ityādi na milē , parantu khud bēparvāh bādśhāh hō upasthit hō .
127Even if some children do not have any food or water, you yourself have to be present as a carefree emperor.
99Aisī apnī sundar avasthā bahut samay sē lēkar dhāraṇ karnī hai , agar kōī samajhtā hai ki us samay āpēhī chal jāūṅgā , yah samajh baiṭhnā apnē kō dhōkhā dēnā hai isliē pahlē sē hī sāvdhān hō rahnā hai .
128You have to adopt such a beautiful stage for yourself over a long period of time. 129If someone believes that, at that time, he will be able to move along by himself, then he is deceiving himself.
100Mērē ati priya vats yād mē̃ tō baiṭhtē haĩ parantu abhī tak us light kā tēj mērē vatan tak nahī̃ pahuñchtā hai .
130This is why you have to be cautious beforehand. 131My deeply loved children sit in remembrance, but until now, the brightness of that light has not reached My world.
101Har ēk jab light svarūp hō upasthit hōṅgē tō unkē yōg kā tēj mērē vatan mē̃ āyēgā tab hī un har ēk key|kī sampūrṇ light unhō̃ mē̃ pravēśh hōgī .
132When everyone is present in their form of light, then the brightness of their yoga will come to My world and only then will the full light enter each one.
102Us samay hī phir śhaktiyō̃ key|kī mahimā nikalēgī .
133The praise of the Shaktis will emerge at that time.
103Tō har ēk kō apnē niśhchay mē̃ sthēriyam rahnā hai , jō maĩ bhī agar utārū̃ tō bhī utar na sakē̃ .
134So, each of you has to remain stable in your faith, such that, if even I try to bring you down, you cannot come down.
104Hē śhirōmaṇī śhakti rādhē , śhaktiyō̃ kō gyān nēṣhṭhā bal mē̃ aur mukh sē gyān murlī bajānē mē̃ taiyār rahnā chāhiē .
135O Shakti Radhe, the highest jewel of all jewels, Shaktis have to be ready with the power of conducting yoga and playing the murli with their mouths.
105Tumhē̃ apnī ēkras īśhvarīy dr̥iṣhṭi sē har ēk kō nihāl kar apnē madhur vīṇā sē pahchān dēnī hai ki maĩ kaun hū̃ aur mērā pitā kaun hai ! 106Kaisē brahmā mē̃ bhagvān pratyakṣha huā hai , jō is ant K|kē samay devil world kō khalās kar apnē nij dēśh deity world mē̃ lē jā rahā hai .
136With your stable and divine Godly drishti, you have to take each one beyond and with your sweet words, give them recognition of who you are and who your Father is, how God is revealed through Brahma, who finishes the devil world at the time of the end and takes us to our original land, that deity world.
107Hē rādhē bēṭī , jab har ēk key|kī avasthā dīpak key|kī lalāṭ sadr̥iśhya sthēriyam rahēgī tab sūkṣhma antaḥ prēraṇāō̃ kō pakaṛkar apnā kārya sampūrṇ rīti sē siddh kar sakē̃gē jitnī gyān anusār avasthā hōgī , utnā hī prēraṇāō̃ kō pakaṛ sakē̃gē .
137O daughter Radhe, when each one’s stage remains as stable as the flame of a lamp, they will then be able to catch the subtle inspirations and accomplish their task fully. 138Whatever is their stage according to this knowledge, accordingly, they will be able to catch those inspirations.
108Jitnā us avasthā mē̃ lagātār rahē̃gē utnā sampūrṇ prērṇāyē̃ touch hō sakē̃gī .
139The more they remain continuously engaged in that stage, accordingly, they will be touched by the subtle inspirations.
109Ōhō !
140Oho!
110Bēṭī rādhē , mērā svarūp tō dēkhō , kyā vats mērē svarūp kō nahī̃ dēkh saktē ki kaisē akhaṇḍ jyōti tatva sē ākar maĩ sākṣhāt pravēśh hō āē bāt kartā hū̃ , mērē dvārā hī yah sab sākṣhātkār hōtē haĩ kyōṅki maĩ hī sabhī kā mūl samūh hū̃ .
141Daughter Radhe, look at My form. 142Can the children not see My form, of how I come from the great element, enter this one and talk to you? 143All these visions are granted through Me because I am the main Root of everything.
111Dēkhō , prakr̥iti K|kē bīch mē̃ chamaktī hai gyān light .
144Look, the light of this knowledge is sparkling in the middle of the elements.
112Vats sirph yah vichār karē̃ ki ahā !
145You children should simply think: Oho!
113Jiskō sārī sr̥iṣhṭi pukār rahī hai vah svayã sarvśhaktivān īśhvar yagya mē̃ ham vatsō̃ K|kē sammukh āē padhārā hai .
146The One whom the whole world is calling out to, God, that Almighty Authority Himself, has personally come to this yagya and to you children.
114Uskī śhītal gōd mē̃ baiṭhnē sē hr̥iday śhānt hō jātā hai .
147By sitting in His cool lap, the heart becomes peaceful.
115Agar rachnā kō rachnē vālā mil gayā tō phir uskō chhōṛ uskī rachnā mē̃ kyō̃ jāū̃ !
148If those who are the creation meet their Creator, why should they leave Him and go to His creation?
116Highest mē̃ highest authority sarv tākat kā khud mālik jissē sarv tākatē̃ pragaṭ huī haĩ , us pahchān mē̃ ā gayē tō phir yah gōd chhōṛnā asambhav hō jāyēgā .
149Once you have recognised the Highest of the Highest Authority, the One who is the Master of all Powers from whom all powers emerge, it then becomes impossible to leave that lap.
117Jab dī|the creator key|kī pahchān ā jāvē tab tō samajhē̃ ki yah kaun hai !
150Only when you have the recognition of the Creator, can you then understand who this One is.
118Samjhā , śhirōmaṇi rādhē .
151Understand, Radhe, the Jewel of all Jewels. 152(Shiromani).
119Achchhā .
153Achcha.
Blessing
120Vardān : sadā atīndriya sukh K|kē jhūlē mē̃ jhūlnē vālē saṅgamyug key|kī sarv alaukik prāptiyō̃ sē sampann bhav
154Blessing: May you be filled with all alokik attainments of the confluence age and constantly swing in the swing of supersensuous joy.
121Jō bachchē alaukik prāptiyō̃ sē sadā sampann haĩ vō atīndriya sukh K|kē jhūlē mē̃ jhūltē rahtē haĩ .
155 The children who are constantly full of alokik attainments continue to swing in the swing of supersensuous joy.
122Jaisē jō lāḍlē bachchē hōtē haĩ unkō jhūlē mē̃ jhulātē haĩ .
156Especially loved children are allowed to swing in swings.
123Aisē sarv prāpti sampann brāhmaṇō̃ kā jhūlā atīndriya sukh kā jhūlā hai .
157In the same way, the swing of Brahmins, who are full of all attainments, is the swing of supersensuous joy.
124Isī jhūlē mē̃ sadā jhūltē rahō .
158Constantly continue to swing in this swing.
125Kabhī bhī dēh abhimān mē̃ nahī̃ ānā .
159Never go into body consciousness.
126Jō jhūlē sē utarkar dhartī par pāṅw rakhtē haĩ vō mailē hō jātē haĩ .
160Those who get off this swing and put their feet on the ground become dirty.
127Ūñchē sē ūñchē bāp K|kē svachchha bachchē sadā atīndriya sukh K|kē jhūlē mē̃ jhūltē , miṭṭī mē̃ pāṅw nahī̃ rakh saktē .
161Clean children of the highest-on-high Father constantly swing in the swing of supersensuous joy; they cannot place their feet in the mud.
Slogan
128Slōgan : « maĩ tyāgī hū̃ ' ' is abhimān kā tyāg hī sachchā tyāg hai .
162Slogan: Renunciation of the ego of “I am a renunciate” is real renunciation.
129Avyakt iśārē-ātmik sthiti mē̃ rahnē kā abhyās karō , antarmukhī banō 130Jab svayã kō akālmūrt ātmā samajhē̃gē tab akālē mr̥iityu sē , akāl sē , sarv samasyāō̃ sē bach sakē̃gē .
163*** Om Shanti *** Avyakt Signal: Practise being in the stage of soul consciousness, be introverted.When you consider yourself to be a soul who is an image of immortality, you will be able to save yourself from untimely death and all problems.
131Mānasik cintāyē̃ , mānasik paristhitiyō̃ kō haṭānē kā ēk hī sādhan hai - apnē is purānē śharīr K|kē bhān kō miṭānā .
164There is just one way to remove mental worries and problems. 165It is to finish the consciousness of that old body of yours.
132Dēh-abhimān kō miṭānē sē sarv paristhitiyā̃ miṭ jāyēṅgī .
166By your finishing your body consciousness, all adverse situations will finish.