शनिवार 5 जुलाई 2025 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
005-07-2025 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 05/07/25 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - bāp tumhē̃ paṛhā rahē haĩ ḵẖūbṣhūrat dēvī-dēvtā banānē , khūbsūrtī kā ādhār hai pavitratā ' '
1Essence: Sweet children, the Father is teaching you in order to make you into beautiful deities. 2The foundation of your beauty is purity.
Question
2Praśhna : rūhānī śhamā par jō parvānē phidā hōnē vālē haĩ , unkī niśhānī kyā hōgī ?
3Question: What is the sign of the moths who sacrifice themselves to the spiritual Flame?
Answer
3Uttar : phidā hōnē vālē parvānē : 1 . śhamā jō hai jaisī hai usē yathārth rūp sē jāntē aur yād kartē haĩ , 2 . phidā hōnā mānā bāp samān bannā , 3 . phidā hōnā mānā bāp sē bhī ūñch rājāī kā adhikārī ban jānā .
4Answer: 1. Moths who sacrifice themselves to the Flame know Him accurately as He is and they remember Him accurately. 52. To sacrifice oneself means to become equal to the Father. 63. To sacrifice oneself means to claim a right to a kingdom that is higher than the Father's.
Song
4Gīt : mahaphil mē̃ jal uṭhī śhamā …
7Song: The Flame has ignited in the gathering of moths.
Murli
5Ōm śhānti .
8Om shanti.
6Mīṭhē-mīṭhē rūhānī bachchō̃ nē yah gīt key|kī line sunī .
9You sweetest, spiritual children heard a line of the song.
7Yah kaun samjhātē haĩ ?
10Who is explaining this?
8Rūhānī bāp .
11The spiritual Father.
9Vah śhamā bhī hai .
12He is also called the Flame.
10Nām ḍhēr K|kē ḍhēr rakhē haĩ .
13He has been given many names.
11Bāp key|kī stuti bhī bahut kartē haĩ .
14There is also a great deal of praise of the Father.
12Yah bhī parampitā paramātmā key|kī stuti hai nā .
15This is the praise of the Supreme Father, the Supreme Soul.
13Bāp śhamā bankar āyē haĩ parvānō̃ kē liē .
16The Father has come as the Flame for you moths.
14Parvānē jab śhamā kō dēkhtē haĩ tō un par phidā hō śharīr chhōṛ dētē haĩ .
17When moths see a flame, they sacrifice themselves onto it and leave their bodies.
15Anēk parvānē hōtē haĩ jō śhamā par prāṇ dētē haĩ .
18Many moths surrender their lives to a flame.
16Usmē̃ bhī khās jab dīpmālā hōtī hai , battiyā̃ bahut jaltī haĩ tō chhōṭē-chhōṭē jīv ḍhēr rāt kō mar jātē haĩ .
19Especially at Deepmala, many lamps are lit. 20Therefore, many tiny insects die at night.
17Ab tum bachchē jāntē hō hamārā bābā hai supreme rūh .
21You children now know that our Baba is the Supreme Spirit.
18Unkō husain bhī kahā jātā hai , bahut ḵẖūbṣhūrat hai kyōṅki vah ever pure hai .
22He is also called Hussein. 23He is very beautiful because He is ever pure.
19Ātmā pure ban jātī hai tō unkō śharīr bhī pure , natural sundar miltā hai .
24When souls become pure, they receive pure and naturally beautiful bodies.
20Śhāntidhām mē̃ ātmāyē̃ pavitra rahtī haĩ phir jab yahā̃ ātī haĩ part bajānē tō satōpradhān sē satō , rajō , tamō mē̃ ātī haĩ .
25Souls remain pure when they are in the land of peace. 26When they first come here to play their parts, they are satopradhan. 27Then they become sato, rajo and tamo.
21Phir sundar sē śhyām arthāt kālī impure ban jātī haĩ .
28From being beautiful, they become ugly, that is, they become impure.
22Ātmā jab pavitra hai tō golden aged kahī jātī hai .
29When souls are pure, they are said to be golden aged.
23Unkō phir śharīr bhī golden aged miltā hai .
30They then receive golden-aged bodies.
24Duniyā bhī purānī aur naī hōtī hai .
31The world becomes old and new.
25Vahī hasīn parampitā paramātmā , jiskō bhaktimārg mē̃ bulātē rahtē haĩ - hē śhivbābā , vah nirākār parampitā paramātmā āyā huā hai . 26Ātmāō̃ kō impure sē pure hasīn banānē .
32The beautiful Supreme Father, the Supreme Soul to whom people have been calling out “O Shiv Baba!” on the path of devotion, that incorporeal Supreme Father, the Supreme Soul, has now come to change impure souls into pure souls and make them beautiful.
27Aisē nahī̃ , ājkal jō bahut ḵẖūbṣhūrat haĩ , unkī ātmā pavitra hai . 28Nahī̃ .
33It isn’t that the souls of those who are beautiful nowadays are pure; no.
29Bhal śharīr ḵẖūbṣhūrat hai phir bhī ātmā tō patit hai nā .
34Although someone's body may be beautiful, that soul is impure.
30Vilāyat mē̃ kitnē ḵẖūbṣhūrat bantē haĩ .
35People abroad are so beautiful.
31Jāntē hō yah lakṣhmī-nārāyaṇ haĩ satyugī ḵẖūbṣhūrat aur yahā̃ haĩ hell K|kē ḵẖūbṣhūrat .
36You know that Lakshmi and Narayan have golden-aged beauty, whereas people here have the beauty of hell.
32Manuṣhya in bātō̃ kō nahī̃ jāntē .
37Human beings don’t know about these things.
33Bachchō̃ kō hī samjhāyā jātā hai yah hai nark key|kī khūbsūrtī .
38It is only explained to you children that the beauty here is for hell.
34Ham abhī svarg kē liē natural sundar ban rahē haĩ .
39We are all becoming naturally beautiful for heaven.
3521 janm kē liē aisē sundar banē̃gē .
40We will remain that beautiful for 21 births.
36Yahā̃ key|kī khūbsūrtī tō ēk janm kē liē hai .
41The beauty that people have here only lasts for one birth.
37Yahā̃ bābā āyā huā hai , sārī duniyā K|kē manuṣhya mātra tō kyā duniyā kō bhī ḵẖūbṣhūrat banātē haĩ .
42When Baba comes here, not only does He make the human beings of this world beautiful, He makes the whole world beautiful.
38Satyug naī duniyā mē̃ thē hī ḵẖūbṣhūrat dēvī-dēvtāyē̃ .
43In the new world of the golden age, there are only beautiful deities.
39Vah bannē kē liē abhī tum paṛhtē hō .
44You are now studying to become like them.
40Bāp kō śhamā bhī kahtē haĩ parantu hai param ātmā .
45The Father is also called the Flame, but He is, in fact, the Supreme Soul.
41Jaisē tumkō ātmā kahtē haĩ vaisē unkō param ātmā kahtē haĩ .
46Just as each of you is called a soul, so He is also called the Supreme Soul.
42Tum bachchē bāp key|kī mahimā gātē hō , bāp phir bachchō̃ key|kī mahimā kartē haĩ , tumkō aisā banātā hū̃ , jō mērē sē bhī tumhārā martabā ūñch hai .
47You children sing praise of the Father and the Father praises you children. 48I make you so elevated that your status becomes even higher than Mine.
43Maĩ jō hū̃ , jaisā hū̃ , jaisē maĩ part bajātā hū̃ yah aur kōī nahī̃ jāntē .
49No one knows Me as I am, what I am or how I play My part.
44Abhī tum bachchē jāntē hō kaisē ham ātmāyē̃ part bajānē kē liē paramdhām sē ātī haĩ .
50You children now understand how you souls come from the supreme abode to play your parts.
45Ham śhūdra kul mē̃ thī phir ab brāhmaṇ kul mē̃ āī haĩ .
51You belonged to the shudra clan and have now come into the Brahmin clan.
46Yah bhī tumhārā varṇa hai aur kōī dharm vālō̃ kē liē yah varṇa nahī̃ haĩ .
52This is your clan; this clan isn’t for those of other religions.
47Unhō̃ K|kē varṇa nahī̃ hōtē .
53Other religions don’t have clans.
48Unkā tō ēk hī varṇa hai , kriściyan hī chalē ātē haĩ .
54Christians just have the one clan, they just continue to be Christians.
49Hā̃ , unmē̃ bhī satō-rajō-tamō mē̃ ātē haĩ . 50Bākī yah varṇa tumhārē liē haĩ .
55Yes, they too become sato, rajo and tamo but, otherwise, these clans only belong to you.
51Sr̥iṣhṭi bhī satō-rajō-tamō mē̃ ātī hai .
56The world too goes through the stages of sato, rajo and tamo.
52Yah sr̥iṣhṭi chakra bēhad kā bāp baiṭh samjhātē haĩ .
57The unlimited Father sits here and explains this world cycle.
53Jō bāp gyān kā sāgar , pavitratā kā sāgar hai , khud kahtē hai maĩ punarjanma nahī̃ lētā hū̃ .
58The Father, who is the Ocean of Knowledge and the Ocean of Purity Himself says: I don’t take rebirth.
54Bhal śhiv jayantī bhī manātē haĩ parantu manuṣhyō̃ kō yah patā nahī̃ hai ki kab ātē haĩ .
59Although people celebrate the birthday of Shiva, they don’t know when He comes.
55Unkī jīvan kahānī kō bhī nahī̃ jāntē .
60They don’t even know His life history.
56Bāp kahtē haĩ maĩ jō hū̃ , jaisā hū̃ , mērē mē̃ kyā part hai , sr̥iṣhṭi chakra kaisē phirtā hai - yah tum bachchō̃ kō maĩ kalp-kalp samjhātā hū̃ .
61The Father says: Every cycle, I explain to you children about what I am, how I am, what part I have in Me and how this world cycle continues to turn.
57Tum jāntē hō , ham sīṛhī utartē-utartē tamōpradhān banē haĩ .
62You know that you became tamopradhan, as you continued to come down the ladder.
5884 janm bhī tum lētē hō .
63You are the ones who take 84 births.
59Pichhāṛī mē̃ jō ātē haĩ unkō bhī satō-rajō-tamō mē̃ ānā hī hai .
64Those who come later also have to go through the stages of sato, rajo and tamo.
60Tum tamōpradhān bantē hō tō sārī duniyā tamōpradhān ban jātī hai .
65When you become tamopradhan, the whole world becomes tamopradhan.
61Phir tumkō tamōpradhān sē satōpradhān jarūr bannā hai . 62Yah sr̥iṣhṭi chakra phirtā rahtā hai .
66Surely then, you have to become satopradhan from tamopradhan; this world cycle continues to turn.
63Abhī hai kaliyug uskē bād phir satyug āyēgā .
67It is now the iron age. 68Then, after this, the golden age will come.
64Kaliyug key|kī āyu pūrī huī .
69The period of this iron age has come to an end.
65Bāp kahtē haĩ mainnē sādhāraṇ tan mē̃ hūbahū kalp pahlē muāphik pravēśh kiyā hai phir sē tum bachchō̃ kō rājyōg sikhānē .
70The Father says: I have entered an ordinary body, exactly as I did in the previous cycle, in order to teach you children Raja Yoga once again.
66Yōg tō ājkal bahut haĩ . 67Bairisṭarī yōg , injīniyarī yōg . . . . .
71Nowadays, there are many yogas: yoga to become a barrister, yoga to become an engineer.
68Bairisṭarī paṛhnē kē liē barrister kē sāth buddhi kā yōg lagānā hōtā hai .
72In order to become a barrister, the intellect's yoga has to be linked to a barrister.
69Ham barrister ban rahē haĩ tō paṛhānē vālē kō yād kartē haĩ .
73They think: “We are becoming barristers. 74Therefore, we remember the one who is teaching us.”
70Unkō tō apnā bāp alag hai , gurū bhī hōgā tō unkō bhī yād karē̃gē .
75Their fathers are different. 76If they had a guru they would remember him.
71Tō bhī barrister kē sāth buddhi kā yōg rahtā hai .
77Nevertheless, their intellects’ yoga would be with the barrister.
72Ātmā hī paṛhtī hai .
78It is the soul that studies.
73Ātmā hī śharīr dvārā judge barrister ādi bantī hai .
79It is the soul that becomes a barrister or a judge through his body.
74Abhī tum bachchē ātma-abhimānī bannē K|kē saṅskār apnē mē̃ ḍāltē hō .
80You children are now instilling sanskars in yourselves to become soul conscious.
75Ādhākalp dēh-abhimānī rahē .
81You have been body conscious for half a cycle.
76Ab bāp kahtē haĩ dēhī-abhimānī banō .
82The Father says: Now become soul conscious!
77Ātmā mē̃ hī paṛhāī K|kē saṅskār haĩ .
83The sanskars for studying are in the souls.
78Manuṣhya ātmā hī judge bantī hai , abhī ham viśhva kā mālik dēvtā ban rahē haĩ , paṛhānē vālā hai śhivbābā , param ātmā .
84It is a human soul that becomes a judge. 85We are now becoming deities, the masters of the world, and the one who teaching us is Shiv Baba, the Supreme Soul.
79Vahī gyān kā sāgar , śhānti , sampatti kā sāgar hai .
86He is the Ocean of Knowledge, Peace and Prosperity.
80Yah bhī dikhātē haĩ sāgar sē ratnō̃ key|kī thāliyā̃ nikaltī haĩ .
87Platefuls of jewels have been portrayed emerging from the sea.
81Yah hai bhakti mārg key|kī bātē̃ . 82Bāp kō refer karnā paṛtā hai .
88Those aspects that the Father has to refer to belong to the path of devotion.
83Bāp samjhātē haĩ yah haĩ avināśhī gyān ratna .
89The Father explains: These are the imperishable jewels of this knowledge.
84In gyān ratnō̃ sē tum bahut sāhūkār bantē hō aur phir hīrē javāhar bhī tumkō bahut miltē haĩ .
90You become very wealthy with the jewels of this knowledge and you also receive very many diamonds and jewels.
85Yah ēk-ēk ratna lākhō̃ rūpayē kā hai jō tumkō itnā sāhūkār banātē haĩ .
91Each of these jewels is worth hundreds of thousands of rupees. 92They make you so wealthy.
86Tum jāntē hō bhārat hī viceless world thā .
93You know that Bharat was a viceless world.
87Usmē̃ pavitra dēvtāyē̃ rahtē thē .
94Pure deities used to reside there.
88Abhī sānvarē apavitr ban gayē haĩ .
95They have now become impure and ugly.
89Ātmāō̃ aur paramātmā kā mēlā hōtā hai .
96This is a meeting of souls with the Supreme Soul.
90Ātmā śharīr mē̃ hai tab hī sun saktī hai .
97Only when souls are in bodies are they able to listen.
91Paramātmā bhī śharīr mē̃ ātā hai .
98The Supreme Soul also enters a body.
92Ātmāō̃ aur paramātmā kā ghar śhāntidhām hai .
99The home of souls and the Supreme Soul is the abode of peace.
93Vahā̃ churpur kuchh bhī nahī̃ hōtī hai .
100There is no sound or movement there.
94Yahā̃ paramātmā bāp ākar bachchō̃ sē miltē haĩ .
101The Supreme Father, the Supreme Soul, comes here to meet you children.
95Śharīr sahit miltē haĩ .
102He meets you through this body.
96Vahā̃ tō ghar hai , vahā̃ viśhrām pātē haĩ .
103There, it is the home where you rest.
97Abhī tum bachchē puruṣhōttam saṅgam yug par hō . 98Bākī duniyā kaliyug mē̃ hai .
104You children are now at the most elevated confluence age, whereas the rest of the world is in the iron age.
99Bāp baiṭh samjhātē haĩ bhakti mārg mē̃ kharchā bahut kartē haĩ , chitra bhī bahut banātē haĩ . 100Baṛē-baṛē mandir banātē haĩ .
105The Father sits here and explains these things. 106They incur a lot of expense on the path of devotion. 107They make many pictures, they build very big temples.
101Nahī̃ tō śhrīkr̥iṣhṇa kā chitra ghar mē̃ bhī tō rakh saktē haĩ .
108Otherwise, they could also keep a picture of Shri Krishna at home.
102Bahut sastē chitra hōtē haĩ phir itnā dūr-dūr mandirō̃ mē̃ kyō̃ jātē .
109Those pictures are very cheap. 110So, why do they go so far away to the temples?
103Yah hai bhaktimārg .
111That is the path of devotion.
104Satyug mē̃ yah mandir ādi hōtē nahī̃ .
112Those temples, etc. don’t exist in the golden age.
105Vahā̃ haĩ hī pūjya .
113People there are worthy of being worshipped.
106Kaliyug mē̃ haĩ pujārī .
114In the iron age, they are worshippers.
107Tum abhī saṅgamyug par pūjya dēvtā ban rahē hō .
115You are now at the confluence age and becoming worthy-of-worship deities.
108Abhī tum brāhmaṇ banē hō .
116You have now become Brahmins.
109Is samay tumhārā yah antim puruṣhārthī śharīr most valuable hai .
117At this time, your last, effort-making bodies are your most valuable ones.
110Inmē̃ tum bahut kamāī kartē hō .
118Each of you earns a lot of income while you are in it.
111Bēhad K|kē bāp kē sāth tum khātē pītē hō .
119You eat and drink with the unlimited Father.
112Pukārtē bhī unkō haĩ .
120You too used to call out to Him.
113Aisē nahī̃ kahtē - śhrīkr̥iṣhṇa sē khāū̃ .
121You don’t say: “I eat with Shri Krishna.”
114Bāp kō yād kartē haĩ - tum māt-pitā . . . bālak tō bāp kē sāth khēltē rahtē haĩ .
122You remember the Father. 123You say: “You are the Mother and Father.” 124A child continues to play with his father.
115Śhrīkr̥iṣhṇa K|kē ham sab bālak haĩ , aisē nahī̃ kahē̃gē .
125You wouldn’t say that all of you are the children of Shri Krishna.
116Sabhī ātmāyē̃ parampitā paramātmā K|kē bachchē haĩ .
126All souls are the children of the Supreme Father, the Supreme Soul.
117Ātmā śharīr dvārā kahtī hai - āp āyēṅgē tō ham āpkē sāth khēlē̃gē , khāyēṅgē sab kuchh karē̃gē .
127It is souls who say through their bodies: “When You come, we will eat and play with You. 128We will do everything with You.”
118Tum kahtē hī hō bāpdādā .
129You say: "BapDada."
119Tō jaisē ghar hō gayā .
130Therefore, this is like a family.
120Bāpdādā aur bachchē .
131There are Bap, Dada and you children.
121Yah brahmā hai bēhad kā rachayitā .
132This Brahma is an unlimited creator.
122Bāp inmē̃ pravēśh kar inkō adopt kartē haĩ .
133The Father enters him and adopts him.
123Inkō kahtē haĩ tum mērē hō .
134He says to him: You are Mine.
124Yah hai mukh vaṅśhāvalī .
135This is a mouth-born creation.
125Jaisē strī kō bhī adopt kartē haĩ nā .
136A wife too is adopted.
126Vah bhī mukhvaṅśhāvalī ṭhaharī .
137She too is a mouth-born creation.
127Kahē̃gē tum mērī hō .
138Her husband would say: You are mine.
128Phir unsē kukh vaṅśhāvalī bachchē paidā hōtē haĩ .
139Then he creates a physical creation with her.
129Yah rasam kahā̃ sē chalī ?
140From where did this system start?
130Bāp kahtē haĩ mainnē inkō adopt kiyā hai nā .
141The Father says: I adopted this one.
131In dvārā tumkō adopt kartā hū̃ .
142Through him, I adopt you.
132Tum mērē bachchē hō .
143You are My children.
133Parantu yah hai male|mail|mēl .
144However, this one is male.
134Tum sabhī kō sambhālnē kē liē phir sarasvatī kō bhī adopt kiyā .
145Therefore, Saraswati was also adopted in order to look after all of you.
135Unkō mātā kā title milā .
146She was given the title of "Mother".
136Sarasvatī nadī .
147There is the River Saraswati.
137Yah nadī mātā huī nā . 138Bāp sāgar hai .
148This river is the mother, whereas the Father is the Ocean.
139Yah bhī sāgar sē nikalī huī hai .
149This one has emerged from the Ocean.
140Brahmaputrā nadī aur sāgar kā bahut baṛā mēlā lagtā hai .
150A huge gathering takes place where the River Brahmaputra meets the ocean.
141Aisā mēlā aur kahā̃ lagtā nahī̃ .
151At no other place does such a large gathering take place.
142Vah hai nadiyō̃ kā mēlā .
152That is a gathering (mela) of rivers.
143Yah hai ātmāō̃ aur paramātmā kā mēlā . 144Vah bhī jab śharīr mē̃ ātē haĩ tab mēlā lagtā hai .
153This is the gathering (mela) of souls and the Supreme Soul, and it takes place when He enters a body.
145Bāp kahtē haĩ maĩ husain hū̃ .
154The Father says: I am Hussein.
146Maĩ inmē̃ kalp-kalp pravēśh kartā hū̃ .
155I enter this one every cycle.
147Yah drama mē̃ nūndh hai .
156This is predestined in the drama.
148Tumhārī buddhi mē̃ sārē sr̥iṣhṭi kā chakra hai , inkī āyu 5 hazār varṣh hai .
157The whole world cycle is now in your intellects. 158Its duration is five thousand years.
149Is bēhad key|kī film sē phir had key|kī film banātē haĩ .
159From this unlimited film, they create limited films.
150Jō past hō gayā sō present hōtā hai .
160Whatever happened in the past, it then becomes the present.
151Present phir future bantā hai , jiskō phir past kahā jāyēgā .
161The present then becomes the future which is then called the past.
152Past hōnē mē̃ kitnā samay lag gayā .
162How long does it take for it to become the past?
153Naī duniyā mē̃ āyē kitnā samay past huā ?
163How much time has passed since you went into the new world?
1545 hazār varṣh .
164Five thousand years.
155Tum abhī har ēk svadarśhan chakradhārī hō .
165Each of you is now becoming a spinner of the discus of self-realisation.
156Tum samjhātē hō ham pahlē brāhmaṇ thē phir dēvtā banē̃ .
166You explain that you were first Brahmins and that you then became deities.
157Tum bachchō̃ kō abhī bāp dvārā śhāntidhām sukhdhām kā varsā miltā hai .
167You children are now receiving your inheritance of the land of peace and the land of happiness from the Father.
158Bāp ākar K|kē tīn dharm ikaṭṭhā sthāpan kartē haĩ .
168The Father comes and establishes three religions at the same time.
159Bākī sabkā vināśh karā dētē haĩ .
169Then He inspires the destruction of all the other religions.
160Vāpis lē jānē vālā tumkō satgurū bāp milā hai .
170You have found the Satguru, the Father, who takes you back.
161Bulātē bhī haĩ hamkō sadgati mē̃ lē jāō .
171You call out: “Take us into salvation!
162Śharīr kō khalās karāō .
172Let this body die!
163Aisī yukti batāō jō ham śharīr chhōṛ śhāntidhām chalē jāyē̃ .
173Show me a way to shed my body and go to the land of peace.”
164Gurū kē pās bhī manuṣhya isīliē jātē haĩ .
174This is why people go to gurus.
165Parantu vah gurū tō śharīr sē chhuṛākar sāth mē̃ lē nahī̃ jā saktē .
175However, those gurus can’t enable you to leave your body and take you with them.
166Patit pāvan hai hī ēk bāp .
176Only the one Father is the Purifier.
167Tō vah jab ātē haĩ tō pāvan jarūr bannā paṛē .
177Therefore, when He comes, souls surely have to be made pure.
168Bāp kō hī kahā jātā hai kālō̃ kā kāl , mahākāl .
178Only the Father is called the Death of all Deaths, the Great Death.
169Sabhī kō śharīr sē chhuṛākar sāth lē jātē haĩ .
179He makes them all shed their bodies and takes them back home.
170Yah hai supreme guide .
180That One is the Supreme Guide.
171Sabhī ātmāō̃ kō vāpis lē jātē haĩ .
181He takes all souls back home.
172Yah chhī-chhī śharīr hai , inkē bandhan sē chhūṭnā chāhtē haĩ .
182These bodies are dirty and we want to become free from the bondage of them.
173Kahā̃ śharīr chhūṭē tō bandhan chhūṭē .
183As we shed our bodies, we can become free from their bondage.
174Abhī tumkō in sab āsurī bandhanō̃ sē chhuṛākar sukh K|kē daivī sambandh mē̃ lē jātē haĩ .
184You are now being released from devilish bondages and being taken into divine relationships of happiness.
175Tum jāntē hō ham sukhdhām mē̃ āyēṅgē via śhāntidhām .
185You know that you will go to that land of happiness via the land of peace.
176Phir duḥkhdhām mē̃ kaisē ātē hō yah bhī tum jāntē hō .
186You also know how you will then come into this land of sorrow.
177Bābā ātē hī haĩ śhyām sē sundar banānē .
187Baba comes to make you beautiful from ugly.
178Bāp kahtē haĩ maĩ tumhārā obedient sachchā father bhī hū̃ .
188The Father says: I am also your true, obedient Father.
179Father hamēśhā obedient hōtā hai .
189A father is always obedient to his children.
180Sēvā bahut kartē haĩ .
190He serves them so much.
181Kharchā kar paṛhākar phir sab dhan daulat bachchō̃ kō dēkar khud jāē sādhuō̃ kā saṅg kartē haĩ .
191He incurs so much expense to educate his children. 192Then he gives all his wealth and property to them and goes into the company of holy men.
182Apnē sē bhī bachchō̃ kō ūñch banātē haĩ .
193He makes his children more elevated than himself.
183Yah bāp bhī kahtē haĩ maĩ tumkō double mālik banātā hū̃ .
194This Father too says: I make you into double masters.
184Tum viśhva kā bhī mālik hō tō brahmāṇḍ kā bhī mālik bantē hō .
195You become the masters of the world and also the masters of Brahmand.
185Tumhārī pūjā bhī double hōtī hai . 186Ātmāō̃ key|kī bhī pūjā hōtī hai . 187Dēvtā varṇa mē̃ bhī pūjā hōtī hai .
196You are worshipped in two ways; you are worshipped as souls and also worshipped as the deity clan.
188Mērī tō single sirph śhivliṅg K|kē rūp key|kī pūjā hōtī hai .
197I am only worshipped in one way, in the form of a Shivlingam.
189Maĩ rājā tō bantā nahī̃ hū̃ .
198I don’t become a king.
190Tumhārī kitnī sēvā kartā hū̃ .
199I serve you so much.
191Aisē bāp kō phir tum bhūltē kyō̃ hō !
200So, why do you forget such a Father?
192Hē ātmā apnē kō ātmā samajh mujhē yād karō tō tumhārē vikarma vināśh hōṅgē .
201O souls, consider yourselves to be souls and remember Me so that your sins can be absolved.
193Tum kiskē pās|pass āyē hō ?
202Whom have you come to?
194Pahlē bāp phir dādā .
203First Bap, the Father, and then Dada.
195Abhī father phir great-great grand father ādi dēv Adam kyōṅki bahut birādariyā̃ bantī haĩ nā .
204First there is the Father and then the great-great-grandfather Adi Dev, Adam, because there are many generations.
196Śhivbābā kō kōī great-great grand father kahē̃gē kyā ?
205Would anyone call Shiv Baba the Great-Great-Grandfather?
197Her|har bāt mē̃ tumkō bahut ūñch banātē haĩ .
206He makes you elevated in every respect.
198Aisā bābā miltā hai phir unkō tum bhūltē kyō̃ hō ?
207You have found such a Baba. 208So, why do you forget Him?
199Bhūlē̃gē tō pāvan kaisē banē̃gē !
209How would you become pure if you forget Him?
200Bāp pāvan bannē key|kī yukti batlātē haĩ .
210The Father shows you ways to become pure.
201Is yād sē hī khād nikalēgī .
211Only by your having this remembrance will the alloy be removed from you.
202Bāp kahtē haĩ - mīṭhē-mīṭhē lāḍlē bachchē , dēh-abhimān chhōṛ ātma-abhimānī bannā hai , pavitra bhī bannā hai .
212The Father says: Sweetest, lovely children, renounce body consciousness and become soul conscious. 213You also have to become pure.
203Kām mahāśhatru hai .
214Lust is the greatest enemy.
204Yah ēk janm mērē khātir pavitra banō .
215Become pure in this one birth for My sake.
205Laukik bāp bhī kahtē haĩ nā - kōī gandā kām nahī̃ karō .
216A physical father would also say: “Don’t perform any dirty acts.
206Mērē dāṛhī key|kī lāz rakhō .
217Maintain the honour of my beard.
207Pārlaukik bāp bhī kahtē haĩ maĩ pāvan banānē āyā hū̃ , ab kālā mũh mat karō . 208Nahī̃ tō izzat gãvāyēṅgē . 209Sabhī brāhmaṇō̃ key|kī aur bāp key|kī bhī izzat ganvā dēgē .
218(Keep my honour.)” The parlokik Father also says: I have come to purify you. 219Therefore, don’t make your face dirty, otherwise you will cause My honour to be lost; the honour of all Brahmins and the Father will be lost.
210Likhtē haĩ bābā ham gir gayā . 211Kālā mũh kar diyā .
220Some write: “Baba, I have fallen and dirtied my face.”
212Bābā kahtē haĩ maĩ tumkō hasīn ( sundar ) banānē āyā hū̃ , tum phir kālā mũh kartē hō .
221The Father says: I have come to make you beautiful and you have dirtied your face.
213Tumhē̃ tō sadā hasīn bannē kā puruṣhārth karnā hai .
222In order to become ever beautiful, you do have to make some effort.
214Achchhā !
223Achcha.
215Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
224To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
216Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
225The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
217Dhārṇā kē liē mukhya sār :
226Essence for dharna:
2181 ) yah antim puruṣhārthī śharīr bahut valuable hai , ismē̃ bahut kamāī karnī hai .
227 1. Your last effort-making body is your most valuable one. 228You have to earn a lot of income with that body.
219Bēhad K|kē bāp kē sāth khātē , pītē . . . . . . . sarv sambandhō̃ key|kī anubhūti karnī hai .
229Eat and drink with the unlimited Father and experience all relationships with Him.
2202 ) kōī bhī aisā karma nahī̃ karnā hai jissē brāhmaṇ parivār key|kī vā bāp key|kī izzat jāyē .
230 2. Don’t perform any such act through which the honour of the Brahmin family and the Father's honour would be lost.
221Ātma abhimānī ban pūrā pavitra bannā hai .
231Be soul conscious and become completely pure.
222Yād sē purānī khād nikālnī hai .
232Have remembrance to remove all the old alloy from you, a soul.
Blessing
223Vardān : sunnē K|kē sāth-sāth svarūp ban man K|kē manōrañjan dvārā sadā śhaktiśhālī ātmā bhav
233Blessing: May you entertain your mind and become an embodiment of what you hear and so become a constantly powerful soul.
224Rōz man mē̃ sva kē prati yā aurō̃ kē prati umaṅg-utsāh kā saṅkalp lāō .
234 Every day putthoughts of zeal and enthusiasm into your mind for yourself and others.
225Svayã bhī usī saṅkalp kā svarūp banō aur dūsrō̃ key|kī sēvā mē̃ bhī lagāō tō apnī jīvan bhī sadā kē liē utsāh vālī hō jāyēgī aur dūsrō̃ kō bhī utsāh dilānē vālē ban sakē̃gē .
235Become an embodiment of those thoughts yourself and also use those thoughts to serve others. 236Your life will then constantly become full of enthusiasm and you will also give enthusiasm to others.
226Jaisē manōrañjan programme hōtā hai aisē rōz man K|kē manōrañjan kā programme banāō , jō suntē hō uskā svarūp banō tō śhaktiśhālī ban jāyēṅgē .
237Just as you have entertainment programmes, in the same way, make a daily programme to entertain your mind and become an embodiment of whatever you hear, and you will thereby become powerful.
Slogan
227Slōgan : dūsrō̃ kō badalnē K|kē pahlē svayã kō badal lō , yahī samajhdārī hai .
238Slogan: Before changing others, first of all change yourself. 239This is being wise and sensible.
240*** Om Shanti ***
228Avyakt iśhārē - saṅkalpō̃ key|kī śhakti jamā kar śhrēṣhṭh sēvā kē nimitt banō
241Avyakt Signal: Accumulate the power of thoughts and become an instrument for elevated service
229Sabsē tīvragati key|kī sēvā kā sādhan hai - śhubh aur śhrēṣhṭh saṅkalpō̃ key|kī śhakti .
242The facility for the fastest service is the power of pure and elevated thoughts.
230Jaisē brahmā bāp śhrēṣhṭh saṅkalp key|kī vidhi dvārā sēvā key|kī vr̥iddhi mē̃ sadā sahyōgī haĩ .
243Father Brahma always co-operated in the expansion of service through the method of having elevated thoughts.
231Vidhi tīvr hai tō vr̥iddhi bhī tīvr hai .
244If the method is intense, then the expansion is also fast.
232Aisē āp bachchē bhī śhrēṣhṭh śhubh saṅkalpō̃ mē̃ sampann banō .
245In the same way, you children also have to become full of elevated and pure thoughts.