गुरुवार 10 जुलाई 2025 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
010-07-2025 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
0 10/07/25 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - dēh-abhimān chhōṛ dēhī-abhimānī banō , dēhī-abhimāniyō̃ kō hī īśhvarīy sampradāy kahā jātā hai ' '
1Essence: Sweet children, renounce body consciousness and become soul conscious. 2Only those who are soul conscious are called part of the Godly community.
Question
2Praśhna : tum bachchē abhī jō satsaṅg kartē hō yah dūsrē satsaṅgō̃ sē nirālā hai , kaisē ?
3Question: How is the spiritual gathering of you children different from all other spiritual gatherings?
Answer
3Uttar : yahī ēk satsaṅg hai jismē̃ tum ātmā aur paramātmā kā gyān suntē hō .
4Answer: This is the only spiritual gathering where you listen to the knowledge of souls and the Supreme Soul.
4Yahā̃ paṛhāī hōtī hai . 5Aim object bhī sāmnē hai .
5You study here to attain your aim and objective, which is in front of you.
6Dūsrē satsaṅgō̃ mē̃ na paṛhāī hōtī , na kōī aim object hai .
6In other spiritual gatherings, neither do they study nor do they have any aim or objective.
Murli
7Ōm śhānti .
7Om shanti.
8Rūhānī bachchō̃ prati rūhānī bāp samjhā rahē haĩ .
8The spiritual Father explains to you spiritual children.
9Rūhānī bachchē sun rahē haĩ .
9You spiritual children are listening to Him.
10Pahlē-pahlē bāp samjhātē haĩ jab bhī baiṭhō tō apnē kō ātmā samajhkar baiṭhō .
10The Father first explains: Whenever you sit here, do so while considering yourselves to be souls.
11Dēh na samjhō .
11Do not consider yourselves to be bodies.
12Dēh-abhimānī kō āsurī sampradāy kahā jātā hai .
12Those who are body conscious are said to belong to the devil’s community.
13Dēhī-abhimāniyō̃ kō īśhvarīy sampradāy kahā jātā hai .
13Those who are soul conscious are said to belong to the Godly community.
14Īśhvar kō dēh hai nahī̃ .
14God doesn’t have a body.
15Vah sadaiv ātma-abhimānī hai .
15He is constantly soul conscious.
16Vah hai supreme ātmā , sabhī ātmāō̃ kā bāp .
16He is the Supreme Soul, the Father of all souls.
17Param ātmā arthāt ūñchē tē ūñchā .
17The “Supreme Soul” means the Highest on High.
18Manuṣhya jab ūñchē tē ūñchā bhagvān kahtē haĩ tō buddhi mē̃ ātā hai vah nirākār liṅg rūp hai .
18When people speak of God, the Highest on High, it enters their intellects that His form is an incorporeal oval image.
19Nirākār liṅg key|kī pūjā bhī hōtī hai .
19The incorporeal, oval image is also worshipped.
20Vah hai paramātmā yānī sabhī ātmāō̃ sē ūñch .
20He is the Supreme Soul. 21He is the highest of all souls.
21Hai vah bhī ātmā parantu ūñch ātmā .
22He too is a soul, but He is the highest soul of all.
22Vah janm-maraṇ mē̃ nahī̃ ātē haĩ .
23He doesn’t enter the cycle of birth and death.
23Bākī sab punarjanma lētē haĩ aur sabhī haĩ rachnā .
24All others take rebirth and they are all part of creation.
24Rachtā tō ēk hī bāp hai .
25Only the one Father is the Creator.
25Brahmā-viṣhṇu-śhaṅkar bhī rachnā hai .
26Brahma, Vishnu and Shankar are also part of creation.
26Manuṣhya sr̥iṣhṭi bhī sārī hai rachnā .
27The whole human world is the creation.
27Rachtā kō bāp kahā jātā hai .
28The Creator is called the Father.
28Puruṣh kō bhī rachtā kahā jātā hai .
29A man is also called a creator.
29Strī kō adopt kartē haĩ phir unsē create kartē haĩ , pālnā kartē haĩ . 30Bas vināśh nahī̃ kartē haĩ aur jō dharm sthāpak hōtē haĩ vah bhī create kartē haĩ , phir unkī pālnā kartē haĩ .
30He adopts a wife and creates a creation with her. 31He then sustains their creation, but He doesn’t destroy it. 32All the founders of religionscreate a religion and then also sustain it.
31Vināśh kōī bhī nahī̃ kartē .
33None of them destroys it.
32Bēhad kā bāp jiskō param ātmā kahā jātā hai , jaisē ātmā kā rūp bindī hai vaisē hī parampitā paramātmā kā bhī rūp bindī hai .
34The unlimited Father is called the Supreme Soul. 35Just as the form of souls is a point, so the form of the Supreme Father, the Supreme Soul, is also a point.
33Bākī itnā baṛā liṅg jō banātē haĩ vah sab bhakti mārg mē̃ pūjā K|kē kāraṇ .
36However, the large oval image that they make on the path of devotion is just so that they can worship Him.
34Bindī key|kī pūjā kaisē hō saktī .
37Otherwise, how could a point be worshipped?
35Bhārat mē̃ rūdra yagya rachtē haĩ tō miṭṭī kā śhivliṅg aur sāligrām banākar phir unkī pūjā kartē haĩ .
38In Bharat, when they create a sacrificial fire of Rudra, they create a Shiva lingam and saligrams of clay and then worship them.
36Unkō rūdra yagya kahā jātā hai .
39That is called the sacrificial fire of Rudra.
37Vāstav mē̃ aslī nām hai rājasva aśhvamēdh avināśhī rūdra gītā gyān yagya .
40In fact, its real name is Rajaswa Ashwamegh Avinashi Rudra Gita Gyan Yagya (The sacrificial fire of the imperishable knowledge of the Gita by Rudra in which the horse is sacrificed to attain self-sovereignty).
38Jō śhāstrō̃ mē̃ bhī likhā huā hai .
41This too is mentioned in the scriptures.
39Ab bāp bachchō̃ kō kahtē haĩ apnē kō ātmā samjhō .
42The Father now tells you children: Consider yourselves to be souls.
40Aur jō bhī satsaṅg haĩ usmē̃ ātmā yā paramātmā kā gyān na kōī mē̃ hai , na dē saktē haĩ .
43In no other spiritual gathering does anyone have this knowledge of souls or the Supreme Soul, nor is anyone able to give it.
41Vahā̃ tō kōī aim object hōtī nahī̃ .
44There is no aim or objective there.
42Tum bachchē tō abhī paṛhāī paṛh rahē hō .
45You children are now studying this study.
43Tum jāntē hō ātmā śharīr mē̃ pravēśh kartī hai .
46You know that a soul enters a body.
44Ātmā avināśhī hai , śharīr vināśhī hai , śharīr dvārā part bajātī hai .
47Souls are imperishable whereas bodies are perishable. 48A soul plays his part through his body.
45Ātmā tō aśharīrī hai nā .
49Souls are bodiless.
46Kahtē bhī haĩ naṅgē āyē haĩ , naṅgē jānā hai .
50It is even said, “You came bodiless and you have to return bodiless.”
47Śharīr dhāraṇ kiyā phir śharīr chhōṛkar naṅgē jānā hai .
51You adopted a body but, before you can return, you have to become bodiless.
48Yah bāp tum bachchō̃ kō hī baiṭh samjhātē haĩ .
52The Father sits here and explains this to you children alone.
49Yah bhī bachchē jāntē haĩ bhārat mē̃ satyug thā tō dēvī-dēvatāō̃ kā rājya thā , ēk hī dharm thā .
53You children also know that when it was the golden age in Bharat, it used to be a kingdom of deities; there was just the one religion.
50Yah bhī bhārat-vāsī nahī̃ jāntē haĩ .
54The people of Bharat don’t even know this much.
51Bāp kō jisnē nahī̃ jānā usnē kuchh nahī̃ jānā .
55Those who don’t know the Father don’t know anything.
52Prāchīn r̥iṣhi-muni bhī kahtē thē - ham rachtā aur rachnā kō nahī̃ jāntē haĩ .
56The ancient rishis and munis also used to say: We neither know the Creator nor the creation.
53Rachayitā hai bēhad kā bāp , vahī rachnā K|kē ādi-madhy-ant kō jāntē haĩ .
57The Creator is the unlimited Father. 58Only He knows the beginning, the middle and the end of creation.
54Ādi kahā jātā hai śhurū kō , madhya bīch kō .
59The beginning is called the start and the middle period is the period in between.
55Ādi hai satyug , jiskō din kahā jātā hai , phir madhya sē ant tak hai rāt .
60In the beginning, there is the golden age which is called the day. 61Then, the night lasts from the middle to the end.
56Din hai satyug-trētā , svarg hai wonder of world .
62The day lasts for the golden and silver ages. 63Heaven was the wonder of the world.
57Bhārat hī svarg thā , jismē̃ lakṣhmī-nārāyaṇ rājya kartē thē , yah bhāratvāsī nahī̃ jāntē haĩ .
64Only Bharat was heaven where Lakshmi and Narayan used to rule. 65The people of Bharat do not know this.
58Bāp abhī svarg key|kī sthāpanā kar rahē haĩ .
66The Father is now establishing heaven.
59Bāp kahtē haĩ tum apnē kō ātmā samjhō .
67The Father says: Consider yourselves to be souls.
60Ham first class ātmā haĩ .
68I am a first-class soul.
61Is samay manuṣhya mātra sab dēh-abhimānī haĩ .
69At this time, all human beings are body conscious.
62Bāp ātma-abhimānī banātē haĩ .
70The Father makes you soul conscious.
63Ātmā kyā chīz hai , yah bhī bāp batlātē haĩ .
71The Father also tells you what a soul is.
64Manuṣhya kuchh bhī nahī̃ jāntē .
72Human beings don’t know anything at all.
65Bhal kahtē bhī haĩ bhr̥ikuṭī K|kē bīch chamaktā hai ajab sitārā parantu vah kyā hai , kaisē usmē̃ part bharā huā hai , vah kuchh bhī nahī̃ jāntē .
73Although they say that a wonderful star shines in the centre of the forehead, they don’t know what it is or how it has a part recorded in it.
66Abhī tumkō bāp nē samjhāyā hai , tum bhāratvāsiyō̃ kō 84 janmō̃ kā part bajānā hōtā hai .
74The Father has now explained this to you. 75You people of Bharat have to play your parts for 84 births.
67Bhārat hī ūñch khaṇḍ hai , jō bhī manuṣhya mātra haĩ , unkā yah tīrtha hai , sarv key|kī sadgati karnē bāp yahā̃ ātē haĩ .
76Bharat is an elevated land; it is the pilgrimage place for all human beings. 77The Father comes here in order to grant salvation to everyone.
68Rāvaṇ rājya sē liberate kar guide ban lē jātē haĩ .
78He liberates us from Ravan’s kingdom. 79He becomes our Guide and takes us back home.
69Manuṣhya tō aisē hī kah dētē , arth|earth kuchh bhī nahī̃ jāntē .
80People just say that without understanding the meaning of it.
70Bhārat mē̃ pahlē dēvī-dēvtā thē .
81At first, there were deities in Bharat.
71Unhō̃ kō hī phir punarjanma lēnā paṛtā hai .
82Then they had to take rebirth.
72Bhāratvāsī hī sō dēvtā phir kṣhatriya , vaiśhya , śhūdra bantē haĩ . 73Punarjanma lētē haĩ nā .
83It is the people of Bharat who become deities, then warriors, merchants and shudras; they take rebirth.
74Is knowledge kō pūrī rīti samajhnē mē̃ 7 rōz lagtē haĩ .
84It takes seven days to understand this knowledge fully.
75Patit buddhi kō pāvan banānā hai .
85Your impure intellects have to be purified.
76Yah lakṣhmī-nārāyaṇ pāvan duniyā mē̃ rājya kartē thē nā .
86Lakshmi and Narayan used to rule in the pure world.
77Unhō̃ kā hī rājya bhārat mē̃ thā tō aur kōī dharm nahī̃ thā . 78Ēk hī rājya thā .
87When it was their kingdom in Bharat, there were no other religions; there was only the one kingdom.
79Bhārat kitnā solvent thā .
88Bharat was very solvent.
80Hīrē-javāharō̃ K|kē mahal thē phir rāvaṇ rājya mē̃ pujārī banē haĩ .
89Their palaces were studded with diamonds and jewels. 90Then, when Ravan's kingdom began, they became worshippers.
81Phir bhakti mārg mē̃ yah mandir ādi banāyē haĩ .
91They went onto the path of devotion and built temples etc.
82Sōmnāth kā mandir thā nā .
92They built the temple of Somnath.
83Ēk mandir tō nahī̃ hōgā .
93There wasn’t just one temple.
84Yahā̃ bhī śhiv K|kē mandir mē̃ itnē tō hīrē javāhar thē jō muhammad gajnavī ūṇṭ bharkar lē gayē .
94Here, too, in the temple to Shiva there were so many diamonds and jewels that Mahmud Guznavi took them away in camel loads.
85Itnē māl thē , ūṇṭ tō kyā kōī lākhō̃ ūṇṭ lē āyē tō bhī bhar na sakē̃ .
95There was so much there that even hundreds of thousands of camels could not have taken them all.
86Satyug mē̃ sōnē , hīrē-javāharō̃ K|kē tō anēk mahal thē .
96In the golden age, there were so many palaces of gold, studded with diamonds and jewels.
87Muhammad gajnavī tō abhī āyā hai .
97Mahmud Guznavi only came recently.
88Dvāpar mē̃ bhī kitnē mahal ādi hōtē haĩ .
98There were so many palaces etc. even in the copper age.
89Vah phir earthquake mē̃ andar chalē jātē haĩ .
99They were all buried by earthquakes.
90Rāvaṇ key|kī kōī sōnē key|kī laṅkā hōtī nahī̃ hai .
100There was no golden island of Ravan.
91Rāvaṇ rājya mē̃ tō bhārat kā yah hall|hāl hō jātā hai .
101That symbolises what the condition of Bharat becomes in Ravan's kingdom.
92100 percent irreligious , unrighteous , insolvent , patit vicious , naī duniyā kō kahā jātā hai viceless .
102It becomes 100% irreligious, unrighteous, insolvent, impure and vicious. 103The new world is said to be viceless.
93Bhārat śhivālay thā , jiskō wonder of world kahā jātā hai .
104Bharat used to be the Temple of Shiva (Shivalaya). 105It was also called the wonder of the world.
94Bahut thōṛē manuṣhya thē .
106There used to be very few human beings there.
95Abhī tō karōṛō̃ manuṣhya haĩ .
107There are now billions of human beings.
96Vichār karnā chāhiē nā .
108Just think about it!
97Abhī tum bachchō̃ kē liē yah puruṣhōttam saṅgamyug hai , jabki bāp tumkō puruṣhōttam , pārasbuddhi banā rahē haĩ .
109It is now the most auspicious confluence age for you children. 110It is now that the Father is giving you divine intellects and making you into the most elevated human beings.
98Bāp manuṣhya sē dēvtā bannē key|kī tumhē̃ sumat dētē haĩ .
111The Father gives you elevated directions in order to change you from ordinary human beings into deities.
99Bāp key|kī mat kē liē hī gāyā jātā hai tumharī gat-mat nyārī … iskā bhī arth|earth kōī nahī̃ jāntē .
112It is only of the Father’s directions that it is said, “Your ways and means are unique.” 113No one knows the meaning of that.
100Bāp samjhātē haĩ maĩ aisī śhrēṣhṭh mat dētā hū̃ jō tum dēvtā ban jātē hō .
114The Father explains: I give you such elevated directions that you become deities.
101Ab kaliyug pūrā hōtā hai , purānī duniyā kā vināśh sāmnē khaṛā hai .
115The iron age is now coming to an end. 116The destruction of the old world is in front of you.
102Manuṣhya bilkul hī ghōr andhiyārē mē̃ kumbhakaraṇ key|kī nīnd mē̃ sōyē paṛē haĩ kyōṅki kahtē haĩ śhāstrō̃ mē̃ likhā hai - kaliyug tō abhī bachchā hai , 40 hazār varṣh paṛē haĩ .
117Human beings are in total darkness and sleeping in the sleep of Kumbhakarna. 118It is said: It is written in the scriptures that the iron age is still in its infancy because there are still 40,000 years to go.
10384 lākh yōniyā̃ samajhnē K|kē kāraṇ kalp key|kī āyu bhī lambī-chauṛī kar dī hai .
119Because they believe in 8.4 million species, they have lengthened the duration of the cycle.
104Vāstav mē̃ hai 5 hazār varṣh .
120In fact, it is only 5000 years.
105Bāp samjhātē haĩ tum 84 janma lētē hō , na ki 84 lākh .
121The Father explains: You take 84 births, not 8.4 million.
106Bēhad kā bāp tō in sabhī śhāstrō̃ ādi kō jāntē haĩ tab tō kahtē haĩ yah sab haĩ bhakti mārg K|kē , jō ādhākalp chaltē haĩ , issē kōī mujhē nahī̃ miltē .
122The unlimited Father knows all of those scriptures etc. 123This is why He says that all of them belong to the path of devotion, which lasts for half a cycle, and that no one can meet Him through those.
107Yah bhī vichār karnē key|kī bāt hai ki agar kalp key|kī āyu lākhō̃ varṣh dē̃ phir tō saṅkhyā bahut hōnī chāhiē . 108Jabki kriściyan key|kī saṅkhyā 2 hazār varṣh mē̃ itnī huī hai .
124Consider this: If the duration of each cycle were hundreds of thousands of years, the population would then be very large, since the population of the Christians has become so large in only 2000 years.
109Bhārat kā asul dharm dēvī-dēvtā dharm hai , vah chalā ānā chāhiē parantu ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm kō bhūl jānē kāraṇ kah dētē hamārā hindū dharm hai .
125The original religion of Bharat is the deity religion. 126That should continue but, because they have forgotten their original eternal deity religion, they say that their religion is Hindu.
110Hindū dharm tō hōtā hī nahī̃ .
127There is no such religion as Hindu.
111Bhārat kitnā ūñch thā .
128Bharat used to be so elevated.
112Ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm thā tō viṣhṇupurī thī .
129When there was the original eternal deity religion, it was the land of Vishnu.
113Ab hai rāvaṇpurī .
130It is now the land of Ravan.
114Vahī dēvī-dēvtāyē̃ 84 janm kē bād kyā ban gayē haĩ .
131Look what those deities have now become after taking 84 births.
115Dēvtāō̃ kō viceless samajh , apnē kō vicious samajh unhō̃ key|kī pūjā kartē haĩ .
132The people of Bharat consider the deities to be viceless and themselves to be vicious. 133Therefore, they worship the deities.
116Satyug mē̃ bhārat viceless thā , naī duniyā thī , jiskō nayā bhārat kahtē haĩ .
134In the golden age, Bharat was viceless. 135It became a new world and it was called New Bharat.
117Yah hai purānā bhārat .
136This is old Bharat.
118Nayā bhārat kyā thā , purānā bhārat kyā hai , naī duniyā mē̃ bhārat hī nayā thā , ab purānī duniyā mē̃ bhārat bhī purānā hai .
137What was that New Bharat like and what is old Bharat like? 138In that new world, Bharat was new and now, in this old world, Bharat is old.
119Kyā gati hō gaī hai .
139What has its state become?
120Bhārat hī svarg thā , abhī nark hai .
140Bharat used to be heaven and it has now become hell.
121Bhārat most solvent thā , bhārat hī most insolvent hai , sabsē bhīkh māṅg rahē haĩ .
141Bharat used to be the most solvent. 142Bharat is now the most insolvent; it is begging from everyone.
122Prajā sē bhī bhīkh māṅgtē haĩ .
143It is even begging from its own people.
123Yah tō samajh key|kī bāt hai nā .
144This is something to be understood.
124Āj K|kē dēh-abhimānī manuṣhyō̃ kō thōṛā paisā milā tō samajhtē haĩ ham tō svarg mē̃ baiṭhē haĩ .
145When body-conscious human beings of today have a little money, they think that they are sitting in heaven.
125Sukhdhām ( svarg ) kō bilkul jāntē nahī̃ kyōṅki pattharbuddhi haĩ .
146They know nothing at all about heaven, the land of happiness, because they have stone intellects.
126Ab unhē̃ pārasbuddhi banānē kē liē 7 rōz key|kī bhaṭṭhī mē̃ biṭhāō kyōṅki patit haĩ nā .
147Now, because they are impure, you have to make them sit in a bhatthi for seven days to make their intellects divine.
127Patit kō yahā̃ tō biṭhā nahī̃ saktē .
148Impure ones are not allowed to sit here.
128Yahā̃ pāvan hī rah saktē haĩ .
149Only pure ones can stay here.
129Patit kō allow nahī̃ kar saktē .
150Impure ones cannot be allowed to come here.
130Tum abhī puruṣhōttam saṅgamyug par baiṭhē hō .
151You are now sitting at the most auspicious confluence age.
131Jāntē hō bābā hamkō aisā puruṣhōttam banātē haĩ .
152You know that Baba is making you the most elevated of all.
132Yah sachchī satya nārāyaṇ kī kathā hai .
153This is the story of the true Narayan.
133Satya bāp tumkō nar sē nārāyaṇ bannē kā rājyōg sikhlā rahē haĩ .
154The true Father is teaching you Raja Yoga in order to make you into a true Narayan from an ordinary human.
134Gyān sirph ēk bāp kē pās hai , jiskō gyān kā sāgar kahā jātā hai .
155Only the one Father has this knowledge and He is called the Ocean of Knowledge.
135Śhānti kā sāgar , pavitratā kā sāgar , yah us ēk key|kī hī mahimā hai . 136Dūsrē kōī key|kī mahimā hō nahī̃ saktī .
156The praise “The Ocean of Peace and the Ocean of Purity” belongs to Him; it cannot be the praise of anyone else.
137Dēvtāō̃ key|kī mahimā alag hai , parampitā paramātmā śhiv key|kī mahimā alag hai .
157The praise of deities is distinct from the praise of the Supreme Father, the Supreme Soul, Shiva.
138Vah hai bāp .
158He is the Father.
139Śhrīkr̥iṣhṇa hai dēvtā .
159Shri Krishna is a deity.
140Sūryavanśhī sō chandravanśhī sō vaiśhyavanśhī . . . . . , manuṣhya ham sō kā arth|earth bhī samajhtē nahī̃ .
160Those of the sun dynasty then become those of the moon dynasty and then those of the merchant dynasty etc. 161Human beings don’t understand the meaning of “hum so”.
141Ham ātmā sō paramātmā kah dētē haĩ , kitnā wrong hai .
162They say, “I, a soul, am the Supreme Soul”. 163How wrong they are!
142Abhī tum samjhātē hō ki bhārat key|kī chaṛhtī kalā aur utartī kalā kaisē hōtī hai .
164You must now explain to them how the stage of Bharat ascends and descends.
143Yah hai gyān , vah sab hai bhakti .
165There is this knowledge whereas all of that is devotion.
144Satyug mē̃ sab pāvan thē , rājā-rānī kā rājya chaltā thā .
166In the golden age, everyone was pure. 167It was the kingdom of the king and queen.
145Vahā̃ vajīr bhī nahī̃ hōtā hai kyōṅki rājā-rānī khud hī mālik haĩ .
168There were no advisers there because the king and queen were the masters themselves.
146Bāp sē varsā liyā huā hai . 147Unmē̃ akla hai , lakṣhmī-nārāyaṇ kō kōī K|kē rāy lēnē key|kī darkār nahī̃ hai .
169They had received their inheritance from the Father; they had wisdom. 170Lakshmi and Narayan didn’t need to take advice from anyone.
148Vahā̃ vajīr hōtē nahī̃ .
171There were no advisers there.
149Bhārat jaisā pavitra dēśh kōī thā nahī̃ . 150Mahān pavitra dēśh thā .
172No other land is ever as pure as Bharat was; it was such a great and pure land.
151Nām hī thā svarg , abhī hai nark .
173Its very name was heaven whereas it is now hell.
152Nark sē phir svarg bāp hī banāyēgā .
174Only the Father can change this hell into heaven.
153Achchhā !
175Achcha.
154Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
176To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
155Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
177The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
156Dhārṇā kē liē mukhya sār :
178Essence for dharna:
1571 ) ēk bāp key|kī sumat par chalkar manuṣhya sē dēvtā bannā hai .
179 1. Follow the elevated directions of the one Father and become deities from ordinary humans.
158Is suhāvanē saṅgamyug par svayã kō puruṣhōttam pārasbuddhi banānā hai .
180At this beautiful auspicious confluence age, make your intellects divine and become the most elevated ones.
1592 ) 7 rōz key|kī bhaṭṭhī mē̃ baiṭh patit buddhi kō pāvan buddhi banānā hai .
181 2. Sit in a bhatthi for seven days and purify your impure intellect.
160Satya bāp sē satya nārāyaṇ key|kī sachchī kathā sun nar sē nārāyaṇ bannā hai .
182Listen to the true story of the true Narayan from the true Father and become Narayan from a human being.
Blessing
161Vardān : her|har khajānē kō bāp K|kē direction pramāṇ kārya mē̃ lagānē vālē honest vā īmāndār bhav
183Blessing: May you be honest and trustworthy and use every treasure according to the Father’s directions for any task.
162Honest arthāt īmāndār usē kahā jātā hai jō bāp K|kē prāpt khajānō̃ kō bāp K|kē direction binā kisī bhī kārya mē̃ nahī̃ lagāyē .
184 An honest and trustworthy person is someone who doesn’t use the treasures he has received from the Father for any task without His directions.
163Agar samay , vāṇī , karma , śhvāṅs vā saṅkalp parmat yā saṅgdōṣh mē̃ vyarth taraph ganvātē hō , svachintan kē bajāē parchintan kartē hō , svamān key|kī bajāē kisī bhī prakār K|kē abhimān mē̃ ātē hō , śhrīmat kē badlē manmat K|kē ādhār par chaltē hō tō honest nahī̃ kahē̃gē .
185If you waste your time, words, actions, breath or thoughts in following the dictates of others or under the influence of wrong company, if you think about others instead of thinking about yourself, if you are being arrogant about something instead of having self-respect, if you follow the dictates of your own mind instead of following shrimat, you cannot then be said to be honest.
164Yah sab khajānē viśhva kalyāṇ kē liē milē haĩ , tō usī mē̃ hī lagānā yahī hai honest bannā .
186You have received all these treasures to benefit the world, and so to use them for that task is to be honest.
Slogan
165Slōgan : opposition māyā sē karnī hai , daivī parivār sē nahī̃ .
187Slogan: Opposition has to be against Maya and not the divine family.
188*** Om Shanti ***
166Avyakt iśhārē - saṅkalpō̃ key|kī śhakti jamā kar śhrēṣhṭh sēvā kē nimitt banō
189Avyakt Signal: Accumulate the power of thoughts and become an instrument for elevated service
167Sabhī ātmāyē̃ ēk hī bēhad kā parivār haĩ , apnē parivār key|kī kōī bhī ātmā vardān sē vañchit na rah jāē - aisē umaṅg-utsāh kā śhrēṣhṭh saṅkalp dil mē̃ sadā rahē .
190All souls belong to one unlimited family and so no soul of our family should be deprived of blessings. 191Always have such elevated thoughts filled with zeal and enthusiasm in your hearts.
168Apnī pravr̥ittiyō̃ mē̃ hī busy nahī̃ rahnā , bēhad key|kī stage par sthit hō , bēhad key|kī ātmāō̃ key|kī sēvā kā śhrēṣhṭh saṅkalp karō , yahī saphaltā kā sahaj sādhan hai .
192Do not remain busy with just your own household. 193Remain stable in an unlimited stage and have the elevated thought to serve unlimited souls. 194This is the easy way to have success.