सोमवार 14 जुलाई 2025 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

014-07-2025 prātaḥmuralīōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

014/07/25 Morning MurliOm ShantiBapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - baṛē-baṛē sthānō̃ par baṛē-baṛē dukān ( centre ) khōlō , service kō baṛhānē kē liē plan banāō , meeting karō , vichār chalāō ' '

1Essence: Sweet children, open big shops (centres) in the big cities. 2Have meetings, make plans and think about how to increase doing service.

Question

2Praśhna  : sthūl wonders tō sab jāntē haĩ lēkin sabsē baṛā wonder kaun-sā hai , jisē tum bachchē hī jāntē hō  ?

3Question: Everyone knows about physical wonders, but what is the biggest wonder of all that only you children know about?

Answer

3Uttar  : sabsē baṛā wonder tō yah hai jō sarv kā sadgati dātā bāp svayã ākar paṛhātē haĩ .

4Answer: The biggest wonder of all is that the Father, the Bestower of Salvation for All, Himself, comes and teaches us.

4Yah wonderful bāt batānē kē liē tumhē̃ apnē-apnē dukānō̃ kā bhabhkā karnā paṛtā hai kyōṅki manuṣhya bhabhkā ( show ) dēkhkar hī ātē haĩ .

5In order to tell everyone about this wonderful thing, you have to have a lot of show at your shops, because it is only when people see a lot of show that they go somewhere.

5Tō sabsē achchhā aur baṛā dukān capital mē̃ hōnā chāhiē , tāki sab ākar samajhē̃ .

6Therefore, the best and biggest shop should be in the capital so that everyone can come and understand.

Song

6Gīt  : marnā tērī galī mē̃ …

7Song: To live in Your lane and to die in Your lane.

Murli

7Ōm śhānti .

8Om shanti.

8Śhiv bhagvānuvāch .

9God Shiva speaks.

9Rūdra bhagvānuvāch bhī kahā jā saktā hai kyōṅki śhiv mālā nahī̃ gāī jātī hai .

10It can also be said "God Rudra speaks" because it is not the rosary of Shiva that is remembered.

10Jō manuṣhya bhakti mārg mē̃ bahut phērtē haĩ uskā nām rakhā huā hai rūdra mālā .

11The rosary that human beings turn so much on the path of devotion is called "The Rosary of Rudra".

11Bāt ēk hī hai parantu right-way mē̃ śhivbābā paṛhātē haĩ .

12It is the same thing but Shiv Baba teaches you the right way.

12Vah nām hī hōnā chāhiē , parantu rūdra mālā nām chalā ātā hai .

13It should be the other name, but the name "Rosary of Rudra" has continued.

13Tō vah bhī samjhānā hōtā hai . 14Śhiv aur rūdra mē̃ kōī fark nahī̃ hai .

14Therefore, it also has to be explained that there is no difference between Shiva and Rudra.

15Bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ hai ki ham achchhī rīti puruṣhārth kar bābā K|kē mālā mē̃ najdīk ā jāē̃ .

15It is in the intellects of you children that you have to make good efforts and come close in Baba's rosary.

16Yah dr̥iṣhṭānt bhī batāyā jātā hai . 17Jaisē bachchē dauṛī lagākar jātē haĩ , niśhān tak jāē phir lauṭ ākar teacher pās|pass khaṛē hōtē haĩ .

16You are given an example of how children race to their goal, touch it and then come back and stand beside the teacher.

18Tum bachchē bhī jāntē hō hamnē 84 kā chakra lagāyā .

17You children know that you have been around the cycle of 84 births.

19Abhī pahlē-pahlē jākar mālā mē̃ pirōnā hai .

18You now have to go and be threaded in the rosary first.

20Vah hai human student key|kī race . 21Yah hai rūhānī race .

19That race is of human students, whereas this is a spiritual race.

22Vah race tum kar na sakō .

20You cannot have that race.

23Yah tō hai hī ātmāō̃ key|kī bāt .

21This is a matter of souls.

24Ātmā tō būṛhī , javān vā chhōṭī-baṛī hōtī nahī̃ .

22Souls don't become young or old, or bigger or smaller.

25Ātmā tō ēk hī hai .

23Souls remain the same size.

26Ātmā kō hī apnē bāp kō yād karnā hai , ismē̃ kōī taklīph key|kī bāt nahī̃ .

24You souls have to remember your Father. 25There is no question of difficulty in this.

27Bhal paṛhāī mē̃ ḍhīlē bhī hō jāē̃ parantu ismē̃ kyā taklīph hai , kuchh bhī nahī̃ .

26Although some become slack in studying this, what difficulty is there in having this remembrance? 27None at all.

28Sabhī ātmāyē̃ bhāī haĩ .

28All souls are brothers.

29Us race mē̃ javān tēj dauṛē̃gē .

29In that race, young ones would run faster.

30Yahā̃ tō vah bāt nahī̃ .

30That doesn't apply here.

31Tum bachchō̃ key|kī race hai rūdra mālā mē̃ pirōnē key|kī .

31You children race in order to be threaded in the rosary of Rudra.

32Buddhi mē̃ hai ham ātmāō̃ kā bhī jhāṛ hai .

32It is in your intellects that there is a tree of you souls.

33Vah hai śhivbābā key|kī sab manuṣhy-mātra key|kī mālā .

33That is the rosary of all human beings who belong to Shiv Baba.

34Aisē nahī̃ ki sirph 108 yā 16108 key|kī mālā hai . 35Nahī̃ .

34It isn't a rosary of just 108 or 16,108; no.

36Jō bhī manuṣhya mātra haĩ , sabkī mālā hai .

35It is the rosary of all human beings.

37Bachchē samajhtē haĩ number-vār har ēk apnē-apnē dharm mē̃ jākar virājmān hōṅgē , jō phir kalp-kalp usī jagah par hī ātē rahē̃gē .

36You children understand that all will go and become present, numberwise, in their own religion and that they will go to the same place again every cycle.

38Yah bhī wonder hai nā .

37This too is a wonder.

39Duniyā in bātō̃ kō nahī̃ jāntī .

38No one else in the world knows about these things.

40Tumhārē mē̃ bhī jō viśhālbuddhi vālē haĩ vah in bātō̃ kō samajh saktē haĩ .

39Among you, too, those who have broad, unlimited intellects are able to understand these things.

41Bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ yahī khyāl rahnā chāhiē ki ham sabkō rāstā kaisē batāyē̃ .

40The only concern you children should have in your intellects is how to show everyone this path.

42Yah hai viṣhṇu key|kī mālā .

41This is the rosary of Vishnu.

43Śhurū sē lēkar sijarā śhurū hōtā hai , ṭāl-ṭāliyā̃ sab haĩ nā .

42From the beginning, there is the genealogical tree. 43There are also the branches and twigs.

44Vahā̃ bhī chhōṭī-chhōṭī ātmāyē̃ rahtī haĩ . 45Yahā̃ haĩ manuṣhya .

44There are tiny souls up there and there are human beings here.

46Phir sab ātmāyē̃ accurate vahā̃ khaṛī hōṅgī .

45Then, all souls will go back and stand there accurately.

47Yah wonderful bātē̃ haĩ .

46These are wonderful matters.

48Manuṣhya yah sthūl wonders sab dēkhtē haĩ parantu vah tō kuchh bhī nahī̃ hai .

47The physical wonders that people go to see are nothing.

49Yah kitnā wonder hai jō sarv kā sadgati dātā parampitā paramātmā ākar paṛhātē haĩ .

48It is such a wonder that the Supreme Father, the Supreme Soul, the Bestower of Salvation for All, Himself, comes and teaches us.

50Tumkō yah sab points bhī dhāraṇ karnī hai .

49You have to imbibe all of these points.

51Mūl bāt hai hī gītā K|kē bhagvān key|kī .

50The main aspect is: Who is the God of the Gita?

52Is par jīt pāī tō bas .

51Once you gain victory in this, that's all you need.

53Gītā hai hī sarv śhāstramaī śhirōmaṇī , bhagvān key|kī gāī huī .

52The Gita is the mother, the jewel of all scriptures, spoken by God.

54Pahlē-pahlē yah kōśhiśh karnī hai .

53You have to try this first.

55Ājkal tō baṛā bhabhkā chāhiē , jis dukān mē̃ bahut show hōtā hai vahā̃ manuṣhya bahut ghustē haĩ . 56Samajhē̃gē yahā̃ achchhā māl hōgā .

54Nowadays, people want a lot of show. 55Many people rush to shops where there is a lot of show because they believe that there will be very good things there.

57Bachchē ḍartē haĩ , itnē baṛē-baṛē centre khōlē̃ tō lākh dō lākh salāmī dēvē̃ , tab dilpasand makān milē .

56Some children are worried that they would have to give one or two hundred thousand deposit for rent to open a large centre, as that's the only way they would find a building they like.

58Ēk hī royal baṛā dukān hō , baṛē dukān baṛē-baṛē śhaharō̃ mē̃ hī nikaltē haĩ .

57There should be just one big royal shop. 58Big shops are opened in big cities.

59Tumhārā sabsē baṛā dukān nikalnā chāhiē kēpīṭal mē̃ .

59The biggest shop you have should be in the capital.

60Bachchō̃ kō vichār sāgar manthan karnā chāhiē ki kaisē service baṛhē .

60You children should churn how to increase service.

61Baṛā dukān nikālē̃gē tō baṛē-baṛē ādmī āyēṅgē .

61When you open big shops, big, important people will come.

62Baṛē ādmī kā āvāz jhaṭ phailtā hai .

62The sound from big important people spreads quickly.

63Pahlē-pahlē tō yah kōśhiśh karnī chāhiē .

63Try to do this first.

64Service kē liē baṛē sē baṛā sthān aisī jagah banāyē̃ jō baṛē-baṛē manuṣhya ākar dēkhkar wonder khāyē̃ aur phir vahā̃ samjhānē vālē bhī first class chāhiē .

64Create a huge place for doing service in a big city, so that important people go and see it and become amazed. 65Those who explain at such places also have to be firstclass.

65Kōī ēk bhī halkī be|B . K|kē . samjhātī hai tō samajhtē haĩ - śhāyad sab be|B . K|kē . hī aisī haĩ isliē dukān par salesman bhī achchhē first class chāhiē .

66When a Brahma Kumari who is not so clever explains, people think that all Brahma Kumaris are like that. 67Therefore, there has to be first-class salesmen at the shops.

66Yah bhī dhandhā hai nā .

68All of this is a business too.

67Bāp kahtē haĩ himmatē bachchē madadē bāpdādā .

69The Father says: When you children have courage, BapDada helps.

68Vah vināśhī dhan tō kōī kām nahī̃ āyēgā .

70That perishable wealth is not going to be useful at all.

69Hamkō tō apnī avināśhī kamāī karnī hai , ismē̃ bahutō̃ kā kalyāṇ hōgā . 70Jaisē is brahmā nē bhī kiyā .

71You have to earn your imperishable income, just as this Brahma did. 72There will be benefit for many in this.

71Phir kōī bhūkh thōṛēhī martē haĩ .

73No one starves to death.

72Tum bhī khātē hō , yah bhī khātē haĩ .

74You are able to eat. 75This one also eats.

73Yahā̃ jō khān-pān miltā hai vah aur kahī̃ nahī̃ miltā .

76The food and drink you receive here cannot be received anywhere else.

74Yah sab kuchh bachchō̃ kā hī hai nā .

77Everything here belongs to you children.

75Bachchō̃ kō apnī rājāī sthāpan karnī hai , ismē̃ baṛī viśhālbuddhi chāhiē .

78You children have to establish your own kingdom. 79You need very broad and unlimited intellects for this.

76Capital mē̃ nām nikalā tō sab samajh jāyēṅgē . 77Kahē̃gē barōbar yah tō sach batlātī haĩ , viśhva kā mālik tō bhagvān hī banāyēgā .

80When your name is glorified in the capital, everyone will believe that what you say is the truth; that only God can make you into the masters of the world.

78Manuṣhya , manuṣhya kō viśhva kā mālik thōṛēhī banāyēgā .

81Human beings cannot make human beings into the masters of the world.

79Bābā service key|kī vr̥iddhi kē liē rāy dētē rahtē haĩ .

82Baba continues to advise you on how to expandservice.

80Service key|kī vr̥iddhi tabhī hōgī jab bachchō̃ key|kī phrākdil hōgī .

83Service will expand when children become generous hearted.

81Jō bhī kārya kartē hō frankdilī sē karō .

84Do whatever you do with great generosity.

82Kōī bhī śhubh kārya āpēhī karnā - yah bahut achchhā hai .

85To carry out an auspicious task by yourself is very good.

83Kahā bhī jātā hai āpēhī karē sō dēvtā , kahnē sē karē vah manuṣhya . 84Kahnē sē bhī na karē … bābā tō dātā hai , bābā thōṛēhī kiskō kahē̃gē yah karō . 85Is kārya mē̃ itnā lagāō . 86Nahī̃ .

86It is said: Those who do something without being told are deities, those who do it after being told are human beings and those who don't do anything, even after being told, are… 87Baba is the Bestower. 88He is not going to tell anyone to do something or to spend a certain amount for a task, no.

87Bābā nē samjhāyā hai baṛē-baṛē rājāō̃ kā hāth kabhī band nahī̃ rahtā .

89Baba has explained that great kings are never tight-fisted.

88Rājāyē̃ hamēśhā dātā hōtē haĩ .

90Kings are always bestowers.

89Bābā rāy dētē haĩ - kyā-kyā jākar karnā chāhiē .

91Baba advises you about what you should go and do.

90Khabardārī bhī bahut chāhiē .

92A lot of caution is also required.

91Māyā par jīt pānī hai , bahut ūñch pad hai .

93Maya has to be conquered; your status then becomes very high.

92Pichhāṛī mē̃ result nikaltī hai phir jō bahut marks sē pās|pass hōtē haĩ unkō khuśhī bhī hōtī hai .

94The results will be announced at the end. 95Those who pass with good marks will be very happy.

93Pichhāṛī mē̃ sākṣhātkār tō sabkō hōṅgē nā , parantu us samay kar kyā sakē̃gē .

96At the end, all of you will have visions of what you have done. 97However, what could be done at that time?

94Takdīr mē̃ jō hai vahī miltā hai .

98Each of you will receive whatever is in your fortune.

95Puruṣhārth key|kī bāt alag hai .

99Making effort is a different matter.

96Bāp bachchō̃ kō samjhātē haĩ viśhāl buddhi banō .

100The Father tells you children to have broad and unlimited intellects.

97Abhī tum dharm ātmāyē̃ bantē hō .

101You are now becoming righteous souls.

98Duniyā mē̃ dharmātmā tō bahut hōkar gayē haĩ nā .

102Many righteous souls in the world have been and gone.

99Bahut unhō̃ kā nāmāchār hōtā hai . 100Phalānā bahut dharmātmā manuṣhya thā .

103They are very famous: "So-and-so was a very righteous person."

101Kōī-kōī tō paisē ikaṭṭhē kartē-kartē achānak mar jātē haĩ .

104Some people acquire a great deal of money and then suddenly die.

102Phir trustee bantē haĩ .

105A trust is then formed.

103Kōī bachchā bhī nālāyak hōtā hai tō phir ṭrasṭrī kartē haĩ .

106When a child is not reliable, a trustee is appointed for him.

104Is samay tō yah hai hī pāp ātmāō̃ kī duniyā .

107At this time, it is a world of sinful souls.

105Baṛē-baṛē guruō̃ ādi kō dān kartē haĩ .

108People donate money to the big gurus etc.

106Jaisē kaśhmīr kā mahārājā thā , will karkē gayā ki ārya samājiyō̃ kō milē . 107Unkā dharm vr̥iddhi kō pāyē .

109For example, the Maharaja of Kashmir willed all of his wealth to the Arya Samajis so that their religion would expand.

108Abhī tumkō kyā karnā hai , kis dharm kō vr̥iddhi mē̃ lānā hai  ?

110What do you now have to do? 111What religion do you have to expand?

109Ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm hī hai .

112You just have the one original eternal deity religion.

110Yah bhī kiskō patā nahī̃ hai . 111Abhī tum phir sē sthāpan kar rahē hō .

113No one knows that you are once again establishing that religion.

112Brahmā dvārā sthāpanā .

114Establishment takes place through Brahma.

113Ab bachchō̃ kō ēk key|kī yād mē̃ rahnā chāhiē .

115You children must now stay in remembrance of the One.

114Tum yād K|kē bal sē hī sārē sr̥iṣhṭi kō pavitra banātē hō kyōṅki tumhārē liē tō pavitra sr̥iṣhṭi chāhiē .

116You purify the whole world with the power of your remembrance, because a pure world is needed for you.

115Inkō āg lagnē sē pavitra bantī hai .

117When this one is set ablaze, it will be purified.

116Kharāb chīz kō āg mē̃ pavitra banātē haĩ .

118Anything that has been spoilt can be purified by fire.

117Inmē̃ sab apavitr vastu paṛkar phir achchhī hōkar nikalēgī .

119All the impure elements are burnt in a fire so that only pure matter remains.

118Tum jāntē hō yah bahut chhī-chhī tamōpradhān duniyā hai .

120You know that this world is very dirty and tamopradhan.

119Phir satōpradhān hōnī hai .

121It has to be made satopradhan.

120Yah gyān yagya hai nā .

122This sacrificial fire is of this knowledge.

121Tum hō brāhmaṇ .

123You are Brahmins.

122Yah bhī tum jāntē hō śhāstrō̃ mē̃ anēk bātē̃ likh dī haĩ , yagya par phir dakṣha prajāpitā kā nām dikhāyā hai .

124You know that many things have been written in the scriptures in connection with this sacrificial fire. 125The name of Daksh Prajapita is also mentioned.

123Phir rūdra gyān yagya kahā̃ gayā . 124Iskē liē bhī kyā-kyā kahāniyā̃ baiṭh likhī haĩ .

126So, what happened to the sacrificial fire of the knowledge of Rudra? 127They sat and wrote so many stories about that.

125Yagya kā varṇan kāydēsir hai nahī̃ .

128There is no proper description of the sacrificial fire.

126Bāp hī ākar sab kuchh samjhātē haĩ .

129Only the Father comes and explains everything.

127Abhī tum bachchō̃ nē gyān yagya rachā hai śhrīmat sē .

130You children have now created the sacrificial fire of this knowledge on the basis of shrimat.

128Yah hai gyān yagya aur phir vidyālay bhī hō jātā hai .

131This sacrificial fire is of this knowledge and it is also a university.

129Gyān aur yagya dōnō̃ akṣhar alag-alag haĩ .

132Knowledge and a sacrificial fire are two separate things.

130Yagya mē̃ āhuti ḍālnī hai .

133A sacrificial fire has to have offerings put into it.

131Gyān sāgar bāp hī ākar yagya rachtē haĩ .

134The Father, the Ocean of Knowledge, comes and creates this sacrificial fire.

132Yah baṛā bhārī yagya hai , jismē̃ sārī purānī duniyā svāhā hōnī hai .

135This is a very important sacrificial fire into which the whole of the old world is to be sacrificed.

133Tō bachchō̃ kō service kā plan banānā hai .

136You children have to make plans for doing service.

134Bhal gā̃vaṛō̃ ādi mē̃ bhī service karō .

137You can also go and serve in the villages etc.

135Tumkō bahut kahtē haĩ garībō̃ kō yah knowledge dēnī chāhiē .

138Many people tell you to give this knowledge to the poor.

136Sirph rāy dētē haĩ , khud kōī kām nahī̃ kartē .

139They simply advise you; they don't do anything themselves.

137Service nahī̃ kartē sirph rāy dētē haĩ ki aisā karō , bahut achchhā hai . 138Parantu hamkō phursat nahī̃ hai .

140They don't do service themselves but simply tell you to do this and that, that it is very good, but that they themselves don't have the time.

139Knowledge bahut achchhī hai .

141They say: This knowledge is very good.

140Sabkō yah knowledge milnī chāhiē .

142Everyone should receive this knowledge.

141Apnē kō baṛā ādmī , tumkō chhōṭā ādmī samajhtē haĩ .

143Those people consider themselves to be important and senior and you to be junior to them.

142Tumkō bahut khabardār rahnā hai .

144You have to remain very cautious.

143Us paṛhāī kē sāth phir yah paṛhāī bhī miltī hai .

145Together with those studies, you also have this study.

144Paṛhāī sē bātchīt karnē kā akla ā jātā hai . 145Manners achchhē hō jātē haĩ .

146By being educated, you learn how to talk to people and develop good manners.

146Anpaṛhē tō jaisē bhuṭṭū hōtē haĩ .

147Uneducated ones are ignorant.

147Kaisē bāt karnī chāhiē , akla nahī̃ .

148They don't have the sense to talk to people correctly.

148Baṛē ādmī kō hamēśhā «  āp ' ' kah bāt karnī hōtī hai .

149Important people should always be spoken to in a respectful way (saying "Aap").

149Yahā̃ tō kōī-kōī aisē bhī haĩ jō pati kō bhī tum-tum kah dē̃gī .

150There are even some here who address their husbands impolitely.

150Āp akṣhar royal hai .

151To use respectful terms is royal.

151Baṛē ādmī kō āp kahē̃gē .

152Eminent people should always be spoken to respectfully.

152Tō bābā pahlē-pahlē rāy dētē haĩ ki dēhlī jō paristān thī , phir sē isē paristān banānā hai .

153Therefore, Baba advises you: Delhi, which used to be Paristhan, has to be made into Paristhan again.

153Tō dēhlī mē̃ sabkō sandēśh dēnā chāhiē , advertisement bahut achchhī karnī hai .

154Therefore, everyone in Delhi has to be given the message. 155Very good advertising has to take place.

154Topics bhī batātē rahtē haĩ , topic key|kī list banāō phir likhtē jāō . 155Viśhva mē̃ śhānti kaisē hō saktī hai ākar samjhō , 21 janmō̃ kē liē nirōgī kaisē ban saktē hō , ākar samjhō .

156Baba also continues to give you topics. 157Make a list of topics and continue to write: Come and understand how peace can be brought to the world. 158Come and understand how to become free from disease for 21 births.

156Aisī khuśhī key|kī bātē̃ likhī huī hō .

159Things of such great happiness should be written.

15721 janmō̃ kē liē nirōgī , satyugī double sirtāj ākar banō .

160Come inside and become free from disease and double-crowned in the golden age for 21 births.

158Satyugī akṣhar tō sabmē̃ ḍālō .

161Definitely use the expression "Golden aged" in everything you write.

159Sundar-sundar akṣhar hō tō manuṣhya dēkhkar khuśh hō .

162Make sure it's in beautiful writing so that people become happy when they see it.

160Ghar mē̃ bhī aisē board chitra ādi lagē huē hō̃ .

163Such boards with pictures should also be put up outside your homes.

161Apnā dhandhā ādi bhal karō . 162Sāth-sāth service bhī kartē rahō .

164Carry on with your business etc., but also continue to do service at the same time.

163Dhandhē mē̃ sārā din thōṛēhī rahnā hōtā hai . 164Ūpar sē sirph dēkhbhāl karnī hōtī hai .

165You don’t do business throughout the whole day, you simply have to supervise everything.

165Bākī kām assistant manager chalātē haĩ .

166It is the assistant managers who do the work.

166Kōī sēṭh lōg phrākdil hōtē haĩ tō assistant kō achchhā pagār ( majdūrī ) dēkar bhī gaddī par biṭhā dētē haĩ .

167Some rich and generous businessmen would give a good salary to their assistants and appoint them to a position.

167Yah tō bēhad key|kī service hai .

168This here is unlimited service.

168Aur sab haĩ had key|kī service .

169Every other service is limited.

169Is bēhad key|kī service mē̃ kitnī viśhālbuddhi hōnī chāhiē .

170You need a very broad and unlimited intellect to do this unlimited service.

170Ham viśhva par jīt pātē haĩ .

171We are now conquering the world.

171Kāl par bhī ham jīt pākar amar ban jātē haĩ .

172We are also conquering death and becoming immortal.

172Aisī-aisī likhat dēkhkar āyēṅgē aur samajhnē key|kī kōśhiśh karē̃gē . 173Amarlōk kā mālik tum kaisē ban saktē hō ākar samjhō , bahut topics nikal saktī haĩ .

173Many will come inside and try to understand when they see such writing as: Come inside and understand how you can become the masters of the land of immortality. 174You can find many topics.

174Tum kiskō viśhva kā mālik banā saktē hō .

175You can make anyone into a master of the world.

175Vahā̃ duḥkh kā nām-niśhān nahī̃ rahtā .

176There is no name or trace of sorrow there.

176Bachchō̃ kō kitnī khuśhī hōnī chāhiē .

177You children should have so much happiness.

177Bābā hamkō phir sē kyā banānē āyē haĩ  !

178What has Baba come to make us into once again?

178Bachchē jāntē haĩ purānī sr̥iṣhṭi sē naī bannī hai , maut bhī sāmnē khaṛā hai .

179You children understand that this old world has to become new. 180Death is standing just ahead.

179Dēkhtē hō laṛāī lagtī rahtī hai .

181You can see how wars are continuing to take place.

180Baṛī laṛāī lagī tō khēl hī khalās hō jāyēgā .

182When the great world war takes place, the whole play will come to an end.

181Tum tō achchhī rīti jāntē hō .

183You know this very well.

182Bāp bahut pyār sē kahtē haĩ - mīṭhē bachchō̃ , viśhva kī bādśhāhī tumhārē liē hai .

184The Father says with a lot of love: Sweet children, the sovereignty of the world is for you.

183Tum viśhva K|kē mālik thē , bhārat mē̃ tumnē athāh sukh dēkhē .

185You were the masters of the world. 186You experienced a lot of happiness in Bharat.

184Vahā̃ rāvaṇ rājya hī nahī̃ .

187Ravan's kingdom doesn't exist there.

185Tō itnī khuśhī chāhiē .

188Therefore, you should have such great happiness.

186Bachchō̃ kō āpas mē̃ milkar rāy nikālnī chāhiē .

189You children should meet together and discuss these things.

187Akhbārō̃ mē̃ ḍālnā chāhiē .

190Publicise it in the newspapers.

188Dēhlī mē̃ bhī aeroplane sē parchē girāō .

191Drop leaflets from an aeroplane over Delhi.

189Nimantraṇ dētē haĩ , kharchā kōī bahut thōṛēhī lagtā hai , baṛā officer samajh jāē tō free bhī kar saktē haĩ .

192Send out invitations. 193This won't incur a lot of expense. 194If a senior officer were to come and understand this knowledge, he might even do that free of charge.

190Bābā rāy dētē haĩ , jaisē kalkattā hai vahā̃ cauraṅgī mē̃ first class ēk hī baṛā dukān hō royal , tō grāhak bahut āyēṅgē .

195Baba advises you that in a city like Calcutta there should be a big, first-class royal shop in the Square; many customers would then come.

191Madrās , bāmbē baṛē-baṛē śhaharō̃ mē̃ baṛā dukān hō .

196There should be big shops in cities like Madras and Bombay.

192Bābā businessman bhī tō hai nā .

197Baba is also the Businessman.

193Tumsē kakhpan pāī paisē lēkar exchange mē̃ kyā dētā hū̃  !

198Look at all the useless things, not worth a penny, that He takes from you and look what He gives you in exchange.

194Isliē gāyā jātā hai merciful .

199This is why He is remembered as the Merciful One.

195Kauṛī sē hīrē jaisā banānē vālā , manuṣhya kō dēvtā banānē vālā .

200He is the One who changes shells into diamonds, ordinary humans into deities.

196Balihārī ēk bāp kī hai .

201The greatness is of the one Father.

197Bāp na hōtā , tō tumhārī kyā mahimā hōtī .

202What praise would you have if it weren't for the Father?

198Tum bachchō̃ kō fakhur hōnā chāhiē ki bhagvān hamkō paṛhātē haĩ .

203You children should have the intoxication that God is teaching you.

199Aim object nar sē nārāyaṇ bannē key|kī sāmnē khaṛī hai .

204Your aim and objective of becoming like Narayan from an ordinary human is in front of you.

200Pahlē-pahlē jinhōnnē avyabhichārī bhakti śhurū kī hai , vahī ākar ūñch pad pānē kā puruṣhārth karē̃gē .

205Those who were the first to start unadulterated devotion are the ones who will come and make effort to claim a high status.

201Bābā kitnī achchhī-achchhī points samjhātē haĩ , bachchō̃ kō bhūl jātī haĩ , tab bābā kahtē haĩ points likhō .

206Baba explains such good points. 207You children forget them, which is why Baba tells you to write them down.

202Topics likhtē rahō .

208Continue to write down the topics.

203Doctor lōg bhī kitāb paṛhtē haĩ .

209Doctors study books.

204Tum hō master rūhānī surgeon .

210You too are master spiritual surgeons.

205Tumkō sikhlātē haĩ ātmā kō injection kaisē lagānā hai .

211You are taught how to give injections to souls.

206Yah hai gyān kā injection .

212This injection is of this knowledge.

207Ismē̃ suī ādi tō kuchh nahī̃ hai .

213No needle etc. is used for this.

208Bābā hai avināśhī surgeon , ātmāō̃ kō ākar paṛhātē haĩ .

214Baba is the eternal Surgeon; He comes and teaches souls.

209Vahī apavitr banī hai .

215It is souls who have become impure.

210Yah tō bahut easy hai .

216This is very easy.

211Bāp hamkō viśhva kā mālik banātē haĩ , unkō ham yād nahī̃ kar saktē haĩ  !

217The Father is making us into the masters of the world. 218So, should we not remember Him?

212Māyā kā opposition bahut hai isliē bābā kahtē haĩ - chart rakhō aur service kā khyāl karō tō bahut khuśhī hōgī .

219There is a lot of opposition from Maya. 220This is why Baba says: Keep your chart and think about doing service and you will have a lot of happiness.

213Kitnī bhī achchhī murlī chalātē haĩ parantu yōg hai nahī̃ . 214Bāp sē sachchā bannā bhī baṛā muśhkil hai .

221If there is no yoga, then, no matter how well someone may give this knowledge, it would be very difficult for him to remain honest with the Father.

215Agar samajhtē haĩ ham bahut tīkhē haĩ tō bābā kō yād kar chart bhējē̃ tō bābā samajhē̃gē kahā̃ tak sach hai yā jhūṭh  ?

222If you feel that you are very clever and progressing well, you should send your chart of remembrance to Baba, so that Baba can understand to what extent you are telling the truth or not.

216Achchhā , bachchō̃ kō samjhāyā - salesman bannā hai , avināśhī gyān ratnō̃ kā .

223Achcha. 224You children have been told that you have to become salesmen of the imperishable jewels of this knowledge.

217Achchhā  !

225Achcha.

218Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

226To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

219Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

227The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

220Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

228Essence for dharna:

2211 ) aim object kō sāmnē rakh fakhur mē̃ rahnā hai , master rūhānī surgeon ban sabkō gyān injection lagānā hai .

2291. Keep your aim and objective in front of you and remain intoxicated. 230Become master spiritual surgeons and give everyone an injection of this knowledge.

222Service K|kē sāth-sāth yād kā bhī chart rakhnā hai tō khuśhī rahēgī .

231Together with doing service, also keep a chart of remembrance and you will remain happy.

2232 ) bātchīt karnē K|kē manners achchhē rakhnē haĩ , ' āp ' kah bāt karnī hai .

2322. Have good manners when in conversation with others. 233Address others respectfully.

224Her|har kārya phrākdil bankar karnā hai .

234Be generous hearted in every task.

Blessing

225Vardān  : sarv karmēndriyō̃ key|kī ākarṣhaṇ sē parē kamal samān rahnē vālē divya buddhi aur divya nētra K|kē vardānī bhav

235Blessing: May you use your blessing of a divine intellect and divine insight, stay like a lotus and stay beyond any attraction of yourphysical organs.

226Bāpdādā dvārā her|har brāhmaṇ bachchē kō janm hōtē hī divya samarth buddhi aur divya nētra kā vardān milā hai .

236As soon as every Brahmin child takes birth, he receives from BapDada, the blessing of a divine and powerful intellect and divine insight.

227Jō bachchē apnē birth day key|kī yah gift sadā yathārth rīti use kartē haĩ vē|way kamal puṣhp K|kē sāman śhrēṣhṭh sthiti K|kē āsan par sthit rahtē haĩ .

237The children who use their birthday gifts accurately remain stable like a lotus on the seat of an elevated stage.

228Kisī bhī prakār key|kī ākarṣhaṇ - dēh K|kē sambandh , dēh K|kē padārtha va kōī bhī karmēndriy unhē̃ ākarṣhit nahī̃ kar saktī .

238Any type of attraction, such as relations of bodies, possessions of bodies or any physical organs cannot attract them.

229Vē|way sarv ākarṣhaṇō̃ sē parē sadā harṣhit rahtē haĩ .

239They remain beyond all attractions and are constantly cheerful.

230Vē|way svayã kō kaliyugī patit vikārī ākarṣhaṇ sē kinārā kiyā huā mahsūs kartē haĩ .

240They experience themselves to have stepped away from all of those iron-aged, impure and vicious attractions.

Slogan

231Slōgan  : jab kahā̃ bhī āsakti na hō tab śhakti svarūp pratyakṣha hō .

241Slogan: When you are no longer tempted, your being an embodiment of power will be revealed.

242*** Om Shanti ***

232Avyakt iśhārē - saṅkalpō̃ key|kī śhakti jamā kar śhrēṣhṭh sēvā kē nimitt banō

243Avyakt Signal: Accumulate the power of thoughts and become an instrument for elevated service

233Apnē śhrēṣhṭh saṅkalp dvārā anya ātmāō̃ K|kē vyarth saṅkalpō̃ va vikalpō̃ key|kī bahtī huī bāṛh sē aur apnī śhakti sē alp samay mē̃ kinārā karkē dikhāō .

244Use your elevated thoughts and your power to move away quickly in a short time from the flow of any wasteful or sinful thoughts of other souls.

234Vyarth saṅkalp śhuddha saṅkalpō̃ mē̃ parivartit kar dō .

245Transform wasteful thoughts into pure thoughts.

235Ēk sthān par hōtē huē bhī anēk ātmāō̃ par āpkē śhrēṣhṭh saṅkalp aur divya nazar kā prabhāv paṛē .

246Being in one place, let there be the influence of your elevated thoughts and divine vision over many souls.