रविवार 3 अगस्त 2025 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
003-08-25 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' revise 28-03-06 madhuban
003/08/25 Madhuban Avyakt BapDada Om Shanti 28/03/2006
1Viśhva key|kī ātmāō̃ kō duḥkhō̃ sē chhuṛānē kē liē mansā sēvā kō baṛhāō , sampann aur sampūrṇ banō
1In order to liberate souls from this world of sorrow, increase doing service with your mind; become complete and perfect.
2Āj sarv khajānō̃ K|kē mālik bāpdādā apnē chārō̃ ōr K|kē sarv khajānē sampann bachchō̃ kō dēkh rahē haĩ .
2Today, BapDada, the Master of all the treasures, is seeing His children everywhere who are full of all treasures.
3Bāpdādā nē har ēk bachchē kō sarv khajānē kā mālik banāyā hai .
3BapDada has made every child a master of all the treasures.
4Ēk hī dēnē vālā aur sarv kō ēk jaisē sarv khajānē diyē haĩ .
4The Bestower is only the One and He has given everyone the same amount.
5Kiskō cum|kam , kiskō jyādā nahī̃ diyē haĩ .
5He hasn’t given less to some and more to others.
6Kyō̃ ?
6Why?
7Bāp akhuṭ khajānē K|kē mālik haĩ .
7The Father is the Master of infinite treasures.
8Bēhad kā khajānā hai isliē har ēk bachchā akhuṭ khajānē kā mālik hai .
8The treasures are unlimited and this is why every child is a master of these infinite treasures.
9Bāpdādā nē sarv bachchō̃ kō ēk jitnā ēk jaisā diyā hai .
9BapDada has given everyone the same amount of everything.
10Lēkin dhāraṇ karnē vālō̃ mē̃ kōī sarv khajānē dhāraṇ karnē vālē haĩ aur kōī yathā śhakti dhāraṇ karnē vālē haĩ .
10However, out of those who have imbibed them, some have imbibed all the treasures and some have imbibed them according to their capacity.
11Kōī number one haĩ aur kōī number-vār haĩ .
11Some are number one and others are numberwise.
12Jinhōnnē jitnā bhī dhāraṇ kiyā hai unhō̃ K|kē chēhrē sē , nayanō̃ sē khajānō̃ kā naśhā spaṣhṭ dikhāī dētā hai .
12However many treasures each of you has imbibed, the intoxication of these is clearly visible on your face and in your eyes.
13Khajānē sē bharpūr ātmā chēhrē sē , nayanō̃ sē bharpūr dikhāī dētī hai .
13For souls who are full of these treasures, it is seen on their faces and also their eyes, which are full of them.
14Jaisē sthūl khajānā prāpt karnē vālī ātmā K|kē chalan sē , chēhrē sē mālūm paṛ jātā hai , tō yah avināśhī khajānō̃ kā naśhā , khuśhī spaṣhṭ dikhāī dētī hai .
14Just as you can tell from the behaviour and face of a soul who has attained physical treasures that he has attained those treasures, similarly, the intoxication and happiness of these imperishable treasures are clearly visible.
15Sampannatā kā fakhur bēphikar bādśhāh banā dētā hai .
15The spiritual intoxication of being full makes you a carefree emperor.
16Jahā̃ īśhvarīy fakhur hai vahā̃ phikar hō nahī̃ saktā , bēphikar bādśhāh , bēgampur K|kē bādśhāh ban jātē haĩ .
16Where there is Godly intoxication, there cannot be any worries; you become carefree emperors, the emperors of a land without sorrow.
17Tō āp sabhī īśhvarīy sampannatā K|kē khajānē vālē bēphikar bādśhāh hō nā !
17So, all of you are carefree emperors who are full of Godly treasures, are you not?
18Bēgampur K|kē bādśhāh hō .
18You are emperors of the land without sorrow.
19Kōī phikar hai kyā ?
19Do you have any worries?
20Kōī gam hai ?
20Do you have any sorrow?
21Kyā hōgā , kaisā hōgā iskā bhī phikar nahī̃ .
21You don’t have any worries about what will happen or how it will happen.
22Trikāldarśhī sthiti mē̃ sthit rahnē vālē jāntē hō jō hō rahā hai vah sab achchhā , jō hōnē vālā hai vah aur achchhā .
22You are those who remain stable in the trikaldarshi stage and you know that whatever happens will be good and that whatever is still to happen will be even better.
23Kyō̃ ?
23Why?
24Sarvśhaktivān bāp K|kē sāthī hō , sāth rahnē vālē hō .
24You are the companions of the Almighty Authority Father; you constantly remain with Him.
25Har ēk kō naśhā hai , fakhur hai ki bāpdādā sadā hamārē dil mē̃ rahtē haĩ aur ham sadā bāp K|kē diltakhta par rahtē haĩ .
25Each one of you has the intoxication and pride that BapDada stays constantly in your heart and that you remain constantly on the Father’s heart throne.
26Tō aisā naśhā hai nā !
26So, you have such intoxication, do you not?
27Jō diltakhta naśhīn haĩ uskē saṅkalp tō kyā svapn mē̃ bhī duḥkh key|kī lahar , lais bhī nahī̃ ā saktī usmē̃ .
27You are seated on the heart throne. 28Therefore, even in your dreams, let alone in your thoughts, there cannot be the slightest wave or trace of sorrow.
28Kyō̃ ?
29Why?
29Sarv khajānō̃ sē bharpūr hai , jō bharpūr chīz hōtī hai usmē̃ halchal nahī̃ hōgī .
30You are full of all treasures and anything that is full does not shake.
30Tō chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ key|kī sampannatā dēkh rahē thē , har ēk kā bāpdādā nē jamā kā khātā check kiyā .
31So, BapDada was seeing the stage of completion of all the children everywhere. 32BapDada checked each one’s account of accumulation.
31Khajānā tō akhuṭ milā hai lēkin jō milā hai us khajānē kō kārya mē̃ lagātē khatm kiyā hai vā milē huē khajānē kō kārya mē̃ bhī lagāyā hai aur baṛhāyā bhī hai ?
33You have received infinite treasures, but have you used the treasures by simply using them, or have you also increased the treasures you have received by using them?
32Kitnī percent mē̃ har ēk K|kē khātē mē̃ jamā hai ?
34What percentage is accumulated in each one’s account?
33Kyōṅki yah khajānā sirph ab is samay kē liē nahī̃ hai , yah khajānā bhaviṣhya mē̃ bhī sāth mē̃ chalnā hai .
35These treasures are not just for this present moment; these treasures are also going to go with you in the future.
34Jamā huā hī sāth jāyēgā .
36Only that which you have accumulated will go with you.
35Tō percentage dēkh rahē thē .
37So, Baba was seeing the percentage.
36Kyā dēkhā ?
38What did He see?
37Sēvā tō sabhī bachchē yathā yōg vā yathā śhakti kar rahē haĩ lēkin sēvā kā phal jamā hōnā , usmē̃ antar hō jātā hai .
39All the children are doing service according to their yoga and capacity, but a difference is created in their accumulating the fruit of service.
38Kaī bachchō̃ kā jamā khātā dēkhā , sēvā bahut kartē lēkin sēvā karnē kā phal jamā huā yā nahī̃ , uskī niśhāniyā̃ kyā hōṅgī ? 39Sēvā kōī bhī hō chāhē mansā , chāhē vāchā , chāhē karmaṇā tīnō̃ mē̃ 100 percent mark hōtī haĩ .
40Baba saw a few children’s accounts of accumulation. 41They do a lot of service, but the sign of accumulating the fruit of service is when the souls who are doing service claim 100% marks in thoughts, words and actions - 100 marks in all three.
40Tīnō̃ mē̃ 100 haĩ . 41Sēvā tō key|kī lēkin agar sēvā karnē K|kē samay vā sēvā kē bād svayã apnē man mē̃ , apnē sē santuṣhṭ haĩ aur sāth mē̃ jinkī sēvā key|kī , jō sēvā mē̃ sāthī bantē haĩ vā sēvā karnē vālē kō dēkhtē haĩ , suntē haĩ vah bhī santuṣhṭ haĩ tō samjhō jamā huā .
42They did service, but, at the time of doing service, or even after doing service, if they are content with themselves in their minds, and also, the souls whom they served, those who were their companions in doing service, and those who saw or heard the ones doing that service, if they also were content, you can then understand that they have accumulated the fruit.
42Sva key|kī santuṣhṭatā , sarv key|kī santuṣhṭatā nahī̃ hai tō percentage jamā kā kam hō jātā hai .
43If there isn’t contentment within yourself or in others, then the percentage that has been accumulated is reduced.
43Yathārth sēvā key|kī vidhi pahlē bhī batāī hai - tīn bātē̃ vidhi pūrvak haĩ tō jamā hai , vah sunāyā hai - ēk nimitt bhāv , dūsrā nirmān bhāvnā , tīsrā nirmal svabhāv , nirmal vāṇī .
44You have already been told the accurate way to do service. 45If three things are done accurately in the right way, you accumulate. 46You have been told i) the consciousness of being an instrument. ii) the feelings of humility. iii) a) a pure nature and b) pure words.
44Bhāv , bhāvnā aur svabhāv , bōl agar yah tīn bātō̃ sē ēk bāt bhī cum|kam hai , ēk hai dō nahī̃ hai , dō haĩ ēk nahī̃ hai tō vah kamjōrī jamā kī percentage cum|kam kar dētī hai .
47Intention (consciousness), feelings and nature, words – if even one aspect is less, if you have one thing and not the other two, or if you have two things and not the third one, then that weakness reduces the percentage that you accumulate.
45Tō chār hī subject mē̃ apnē āpkō check karō - kyā chār hī subject mē̃ hamārā khātā jamā huā hai ?
48So check yourself in all four subjects(instrument, humility, pure nature and pure words. 49Have I accumulated in my account in all four subjects?
46Kyō̃ ?
50Why?
47Bāpdādā nē dēkhā ki kaīyō̃ key|kī chār bātē̃ jō sunāī , bhāv , bhāvnā … us pramāṇ kaī bachchō̃ kā sēvā samāchār bahut hai lēkin jamā kā khātā cum|kam hai .
51BapDada has seen that of the four things that Baba spoke about, some children write a lot of service news about those four things, but, in relation to that, their account of accumulation is less.
48Her|har khajānē kō check karō - gyān kā khajānā arthāt jō bhī saṅkalp , karma kiyā vah knowledgeful hō karkē kiyā ?
52Check every treasure. 53The treasure of this knowledge means: Did I create every thought and perform every action while being knowledge-full?
49Sādhāraṇ tō nahī̃ huā ?
54It was not ordinary, was it?
50Yōg arthāt sarv śhakti kā khajānā bharpūr hō .
55Yoga means that the treasure store of all powers is full.
51Tō check karō her|har din key|kī dincharyā mē̃ samay pramāṇ jis śhakti key|kī āvaśhyaktā hai , usī samay vah śhakti order mē̃ rahī ?
56So check the timetable of every day: Was the power that was needed according to the time available when it was ordered?
52Master sarvśhaktivān kā arth|earth hī hai mālik .
57A master almighty authority means a master.
53Aisē tō nahī̃ samay bītnē kē bād śhakti kā sōchtē hī rah jāē̃ .
58It should not be that when the time has passed, you continue to think about that power.
54Agar samay par order karnē par śhakti emerge nahī̃ hōtī , ēk śhakti kō bhī agar order mē̃ nahī̃ chalā saktē tō nirvighna rājya K|kē adhikārī kaisē banē̃gē ?
59If the power is not able to emerge at the time when it is ordered, if you are not able to make a power function under your orders, how would you claim a right to the kingdom that is free from obstacles?
55Tō śhaktiyō̃ kā khajānā kitnā jamā hai ?
60How many treasures of the powers have you accumulated?
56Jō samay par kārya mē̃ lagātē haĩ , vah jamā hōtā hai .
61Whatever you are able to use at the right time, that is accumulated.
57Check kartē jā rahē hō ki mērā khātā kyā hai ?
62Are you continuing to check what you have accumulated?
58Kyōṅki bāpdādā kō sabhī bachchō̃ sē ati pyār hai , bāpdādā yahī chāhtē haĩ ki sabhī bachchō̃ kā jamā kā khātā bharpūr hō .
63BapDada has deep love for all of you children. 64BapDada wants the account of accumulation of every child to be full.
59Dhārṇā mē̃ bhī bharpūr , dhārṇā key|kī niśhānī hai - her|har karma guṇ sampann hōgā . 60Jis samay jis guṇ key|kī āvaśhyaktā hai vah guṇ chēhrē , chalan mē̃ emerge dikhāī dē .
65In dharna too: the sign of dharna is that every action of yours will be full of virtue; whatever virtue is needed at any time, that will emerge and be visible on your face and in your behaviour.
61Agar kōī bhī guṇ key|kī kamī hai , mānō̃ saraltā K|kē guṇ key|kī karma K|kē samay āvaśhyaktā hai , madhurtā key|kī āvaśhyaktā hai , chāhē bōl mē̃ , chāhē karma mē̃ agar saraltā , madhurtā kē bajāē thōṛā bhī āvēśatā yā thakāvaṭ K|kē kāraṇ bōl madhur nahī̃ hai , chēhrā madhur nahī̃ hai , serious hai tō guṇ sampann tō nahī̃ kahē̃gē nā !
66If any virtue is lacking, for instance, if you need the virtue of easiness and simplicity or sweetness at the time of doing something, then if there is even the slightest force instead of easiness, simplicity and sweetness in your words and actions, or if because of tiredness there isn’t that sweetness, if the words are not sweet, if your face is not sweet and you are serious, then that would not be called being full of virtue.
62Kaisē bhī circumstance hō lēkin mērā jō guṇ hai , vah mērā guṇ emerge hōnā chāhiē .
67No matter what the circumstances are, whatever your virtues are, let only those virtues emerge.
63Abhī short mē̃ sunā rahē haĩ .
68Baba is now telling you in short.
64Aisē hī sēvā - sēvā mē̃ sēvādhārī key|kī sabsē achchhī niśhānī hai - svayã bhī sadā halkā , light aur khuśhnumaḥ dikhāī dē .
69Similarly, in service: the best sign of a server doing service is that he himself will remain constantly light, he will be seen as light and happy.
65Sēvā kā phal hai khuśhī .
70The fruit of service is happiness.
66Agar sēvā kartē khuśhī gāyab hō jātī hai tō sēvā kā khātā jamā nahī̃ hōtā .
71If while doing service, your happiness disappears, that is not accumulated in your account of service.
67Sēvā key|kī , samay lagāyā , mēhnat key|kī tō thōṛī percentage mē̃ vah jamā hōgā , phāltū nahī̃ jāyēgā .
72You did service and gave your time, you made effort and so a little percentage would be accumulated; it would not go to waste.
68Lēkin jitnī percentage mē̃ jamā hōnā chāhiē utnā nahī̃ hōtā .
73However, you will not accumulate as much of a percentage of it as you should.
69Aisē hī sambandh-sampark key|kī niśhānī - duāō̃ key|kī prāpti hō .
74In the same way, the sign of this in terms of relationships and connections is the attainment of blessings.
70Jiskē bhī sambandh-sampark mē̃ āyē unkē man sē āpkē prati duāyē̃ nikalē̃ - bahut achchhā , bāhar sē nahī̃ , dil sē nikalē .
75Whoever you come into contact or have a relationship with, let blessings emerge for you from their minds: “Very good!” 76Not externally, but from their hearts.
71Dil sē duāyē̃ nikalē̃ aur duāyē̃ agar prāpt haĩ , tō duāyē̃ milnā yah bahut sahaj puruṣhārth kā sādhan hai .
77Let blessings emerge from their hearts and, if you have attained their blessings, then to receive blessings is a very easy way to make effort.
72Bhāṣhaṇ nahī̃ karō , chalō mansā sēvā bhī itnī powerful nahī̃ hai . 73Kōī nayē-nayē plan nahī̃ banānē ātē haĩ , kōī harjā nahī̃ .
78Don’t give lectures. 79So, OK, your service with your minds is also not that powerful and you don’t know how to create new plans. 80It doesn’t matter.
74Sabsē sahaj puruṣhārth kā sādhan hai duāyē̃ lō|low , duāyē̃ dō .
81The easiest way of all for making effort is to give blessings and receive blessings.
75Aisē bāpdādā kaī bachchō̃ K|kē man K|kē saṅkalp read kartē haĩ .
82BapDada reads the thoughts in the minds of many children.
76Kaī bachchē samay anusār , circumstance anusār kahtē haĩ ki agar kōī kharāb kām kartā hai tō uskō duāyē̃ kaisē dē̃ ?
83According to the time and their circumstances, some children say: “How can I give blessings to someone who does something bad?”
77Us par tō krōdh ātā hai nā , duāyē̃ kaisē dēgē !
84One feels anger towards that person, so how can one give blessings?
78Phir krōdh K|kē bāl-bachchē bhī tō bahut haĩ .
85Yes, anger has many children too.
79Lēkin usnē kharāb kām kiyā , vah kharāb hai āpnē ṭhīk samjhā ki yah kharāb hai .
86OK, that person did something bad and so he is bad, and you correctly understood that that one did something bad.
80Yah nirṇay tō achchhā kiyā , samjhā achchhā lēkin ēk hōtā hai samajhnā , dūsrā hōtā hai unkē kharāb kām , kharāb bātō̃ kō apnē dil mē̃ samānā .
87It is good that you made a good judgement and you understood him well. 88However, it is one thing to understand and another to take into your heart whatever bad things the other one does and the bad situations.
81Samajhnā aur samānā fark hai . 82Agar āp samajhdār hō , kyā samajhdār kōī kharāb chīz apnē pās|pass rakhēgā !
89There is a difference between understanding it and taking it into yourself. 90If you are sensible, then would a sensible person keep bad things within himself?
83Lēkin vah kharāb hai , āpnē dil mē̃ samāyā arthāt āpnē kharāb chīz apnē pās|pass rakhī , sambhālī .
91That person is bad, and you merged it in your heart, that is, you kept that bad thing in you and looked after it.
84Samajhnā alag chīz hai , samānā alag chīz hai .
92It is one thing to understand it and something else to take it into you.
85Samajhdār bannā tō ṭhīk hai , banō lēkin samāō nahī̃ . 86Yah tō hai hī aisā , yah samā liyā .
93It is good to be sensible, be that, but do not take it into you: “This one is like that anyway.” 94That is taking it into you.
87Aisē samajh karkē vyavahār mē̃ ānā , yah samajhdārī nahī̃ hai .
95To interact with others while having that perception is not an act of common sense.
88Tō bāpdādā nē check kiyā , abhī samay aisē samīp nahī̃ ānā hai , āpkō lānā hai .
96So, BapDada checked this. 97Now, time is not going to come close, you have to bring it close.
89Kaī pūchhtē haĩ thōṛā sā iśhārā tō dē dō nā - 10 sāl lagē̃gē , 20 sāl lagē̃gē , kitnā samay lagēgā !
98Some ask: “Give us a little signal: How much longer will it take? 9910 years? 10020 years? 101How long will it take?”
90Tō bāp bachchō̃ sē praśhna kartā hai , bāp sē tō praśhna bahut kartē haĩ nā , tō āj bāp bachchō̃ sē praśhna kartā hai - samay kō samīp lānē vālē kaun ?
102So, BapDada is asking you children a question. 103You ask the Father many questions. 104So, today, the Father is asking you a question. 105Who are the ones who will bring time close?
91Drama hai lēkin nimitt kaun ?
106It is in the drama, but who are the instruments?
92Āpkā ēk gīt bhī hai , kiskē rōkē rūkā hai savērā . 93Hai nā gīt ?
107You have a song: “If anyone has tried to prevent it, has anyone been able to stop the morning from coming?”
94Tō savērā lānē vālā kaun ?
108You have this song, do you not?
95Vināśhkārī tō taṛap rahē haĩ ki vināśh karē̃ , vināśh karē̃ . . . lēkin nav nirmāṇ karnē vālē itnā ready haĩ ?
109So, who will bring the morning? 110Those who are working on destruction are desperate to bring about destruction, but are those who are carrying out renewal just as ready?
96Agar purānā khatm hō jāē , nayā nirmāṇ hō nahī̃ tō kyā hōgā ?
111What would happen if the old world were to be destroyed and the new one is not yet ready?
97Isliē bāpdādā nē abhī bāp kē bajāē teacher kā rūp dhāraṇ kiyā hai .
112This is why BapDada has now adopted the form of the Teacher in place of the form of the Father.
98Homework diyā hai nā ?
113You have been given homework, have you not?
99Kaun homework dētā hai ?
114Who would give homework?
100Teacher .
115A teacher.
101Last mē̃ hai satgurū kā part .
116At the end, there is the part of the Satguru.
102Tō apnē āpsē pūchhō sampann aur sampūrṇ stage kahā̃ tak banī hai ?
117So, ask yourself: to what extent have you created your complete and perfect stage?
103Kyā āvāj sē parē vā āvāj mē̃ ānā , dōnō̃ hī samān haĩ ?
118Are you equal in both the stages of going beyond sound and coming into sound?
104Jaisē āvāj mē̃ ānā jab chāhō sahaj hai , aisē hī āvāj sē parē hō jānā jab chāhē , jaisē chāhē vaisē hai ?
119Just as it is easy to come into sound whenever you want, in the same way, are you able to go beyond sound whenever and however you want?
105Second mē̃ āvāj mē̃ ā saktē haĩ , second mē̃ āvāj sē parē hō jāē̃ - itnī practice hai ?
120You can come into sound in a second. 121So, do you have the practice of going beyond sound in a second?
106Jaisē śharīr dvārā jab chāhō , jahā̃ chāhō vahā̃ ā-jā saktē hō nā .
122Physically, with your body, you are able to come and go wherever you want, whenever you want, are you not?
107Aisē man buddhi dvārā jab chāhō , jahā̃ chāhō vahā̃ ā-jā saktē hō ?
123Similarly, are you able to come and go wherever you want, whenever you want with your mind and intellect?
108Kyōṅki ant mē̃ pās|pass marks uskō milēgī jō second mē̃ jō chāhē jaisā chāhē , jō order karnā chāhē usmē̃ saphal hō jāē .
124At the end, those who are successful in doing whatever they want, as they want, according to their orders in a second will receive the pass marks.
109Science vālē bhī yahī prayatna kar rahē haĩ , sahaj bhī hō aur cum|kam samay mē̃ bhī hō .
125Scientists are also trying to do this: anything should be easy and let it take very little time.
110Tō aisī sthiti hai ?
126So, is your stage like this?
111Kyā minaṭō̃ tak āyē haĩ , second tak āyē haĩ , kahā̃ tak pahuñchē haĩ ?
127Have you reached the stage of minutes or seconds? 128Where have you reached?
112Jaisē light house might house second mē̃ on kartē hī apnī light phailātē haĩ , aisē āp second mē̃ light house ban chārō̃ ōr light phailā saktē hō ?
129Just as a lighthouse and a mighthouse is able to spread its light in a second as soon as you switch it on, in the same way, are you able to become a lighthouse and spread your light in a second?
113Yah sthūl āṅkh ēk sthān par baiṭhē dūr tak dēkh saktī hai nā !
130Your physical eyes are able to see far while you are sitting somewhere, are they not?
114Phailā saktī hai nā apnī dr̥iṣhṭi !
131You are able to cast your vision far, are you not?
115Aisē āp tīsrē nētra dvārā ēk sthān par baiṭhē chārō̃ ōr vardātā , vidhātā ban nazar sē nihāl kar saktē hō ?
132In the same way, are you able to sit somewhere and use your third eye to take others beyond with a glance, by being a bestower of blessings and a bestower of fortune?
116Apnē kō sab bātō̃ mē̃ check kar rahē hō ?
133Are you checking yourself in all these things?
117Itnā tīsrā nētra clean aur clear hai ?
134Is your third eye so clean and clear?
118Sabhī bātō̃ mē̃ agar thōṛī bhī kamjōrī hai , tō uskā kāraṇ pahlē bhī sunāyā hai ki yah had kā lagāv « maĩ aur mērā ' ' hai .
135If there is the slightest weakness, and you have been told the reason for that in all things before: any limited attachment of “I” and “mine”.
119Jaisē maĩ kē liē spaṣhṭ kiyā thā - homework bhī diyā thā .
136You were clearly told about the consciousness of “I” and you were also given that homework.
120Dō maĩ kō samāpt kar ēk maĩ rakhnī hai .
137You have to finish two “I’s” and keep one “I”.
121Sabhī nē yah homework kiyā ?
138Did you all do this homework?
122Jō is homework mē̃ saphal huē vah hāth uṭhāō .
139Those who were successful in this homework, raise your hands.
123Bāpdādā nē sabkō dēkhā hai .
140Were you successful? 141BapDada saw everyone.
124Himmat rakhō , ḍarō nahī̃ hāth uṭhāō .
142Have courage. 143Do not be afraid. 144It is good.
125Achchhā hai mubārak milēgī .
145You will then receive congratulations.
126Bahut thōṛē haĩ .
146There are very few.
127In sabkē hāth T . V|we . mē̃ dikhāō .
147If you have done it, then raise your hands.
128Bahut thōṛō̃ nē hāth uṭhāyā hai .
148Show their hands on the TV. 149Very few of you have raised your hands.
129Abhī kyā karē̃ ?
150What should we do now?
130Sabhī kō apnē ūpar hansī bhī ā rahī hai .
151All of you are amused with yourselves. 152Achcha.
131Achchhā - dūsrā homework thā - krōdh kō chhōṛnā hai , yah tō sahaj hai nā !
153The other homework was to renounce anger. 154That is easy, is it not?
132Tō krōdh kō kisnē chhōṛā ?
155Who renounced anger?
133Itnē dinō̃ mē̃ krōdh nahī̃ kiyā ?
156Who didn’t get angry during all these days?
134 ( ismē̃ bahutō̃ nē hāth uṭhāyā ) ismē̃ thōṛē jyādā haĩ , jinhōnnē krōdh nahī̃ kiyā , āpkē ās pās|pass rahnē vālō̃ sē bhī pūchhē̃gē .
157(Many raised their hands in this.) 158There are a few more in this. 159Those who didn’t become angry - those who live close to you will be asked about you.
135Jinhōnnē hāth uṭhāyā vah khaṛē hō jāō .
160There are many. 161You didn’t become angry?
136Achchhā bahut haĩ . 137Krōdh nahī̃ kiyā hai ?
162In your thoughts, in your mind, you didn’t get angry?
138Saṅkalp mē̃ , man mē̃ krōdh āyā ?
163OK. 164Nevertheless, congratulations!
139Chalō , phir bhī mubārak hō , agar man mē̃ āyā mukh sē nahī̃ kiyā tō bhī mubārak hai .
165If you had anger in your mind, but did not get angry in words, then congratulations!
140Bahut achchhā .
166Very good.
141Tō āp hī result K|kē hisāb sē dēkhō - kyā sthāpanā kā kārya , sva kō sampann banānā aur sarv ātmāō̃ kō mukti kā varsā dilānā , yah sampann huā hai ?
167So, you can see for yourself, according to the result, whether the work of establishment, of making yourself full and giving all souls the inheritance of liberation is completed.
142Svayã kō jīvanmukti svarūp banānā aur sarv ātmāō̃ kō mukti kā varsā dilānā - yah hai sthāpanā kartā ātmāō̃ kā śhrēṣhṭh karma .
168To make yourself an embodiment of liberation-in-life and to enable all souls to claim their inheritance of liberation - this is the most elevated action of the souls who are carrying out the work of establishment.
143Tō bāpdādā isīliē pūchhtā hai ki sarv bandhanō̃ sē mukt , jīvanmukt key|kī stage par saṅgam par hī pahuñchnā hai vā satyug mē̃ pahuñchnā hai ?
169This is why BapDada is asking: Are you going to reach the stage of being free from all bondages and being liberated-in-life at the confluence age or are you going to reach that stage in the golden age?
144Saṅgamyug mē̃ sampann hōnā hai yā vahā̃ bhī rājyōg karkē sīkhnā hai ?
170Are you going to become complete at the confluence age or are you going to learn Raja Yoga there too?
145Sampann tō yahā̃ bannā hai nā ?
171It is here that you have to become complete.
146Sampūrṇ bhī yahā̃ hī bannā hai .
172It is here that you have to become perfect.
147Saṅgamyug K|kē samay kā bhī sabsē baṛē tē baṛā khajānā hai .
173The time of the confluence age is the biggest treasure of all.
148Tō kiskē rōkē rūkā hai savērā , batāō .
174So, has the morning been stopped from coming by anyone trying to stop it?
149Tō bāpdādā kyā chāhtē haĩ ?
175Speak! 176So, what does BapDada want?
150Kyōṅki bāp key|kī āśhāō̃ kā dīpak bachchē hī haĩ .
177You children are the lamps of the Father’s hopes. 178So, check your account very well.
151Tō apnā khātā achchhī tarah sē check karō . 152Kaī bachchō̃ kō tō dēkhā kaī bachchē tō maujīrām haĩ , mauz mē̃ chal rahē haĩ .
179Baba saw some children: they are very comfortable, masters of comfort (carefree – maujiram), moving along in their own comfort.
153Jō huā sō achchhā .
180“Whatever happens is good.
154Abhī tō mauz manā lō , satyug mē̃ kaun dēkhtā , kaun jāntā .
181OK, let us enjoy ourselves now. 182Who is going to see the golden age?
155Tō jamā K|kē khātē mē̃ aisē maujīlāl kahō , maujīrām kahō , aisē bhī bachchē dēkhē .
183Who will know?” 184In the account of accumulation, Baba saw some children who are such masters of comfort.
156Mauz kar lō .
185“Let us enjoy ourselves.”
157Dūsrō̃ kō bhī kahtē arē kyā karnā hai , mauz karō .
186They even tell others: “What do you have to do now? 187Just enjoy yourselves.
158Khāō , piō mauz karō .
188Eat, drink and be merry! 189Enjoy yourselves.”
159Kar lō mauz , bāp bhī kahtē kar lō .
190Therefore, the Father also says: Enjoy yourselves.
160Agar thōṛē mē̃ rāzī rahnē vālē hō tō thōṛē mē̃ rāzī hō jāō .
191If you are those who are going to settle for just a little, then be happy with just that much.
161Vināśhī sādhanō̃ key|kī mauz alpkāl key|kī hōtī hai .
192The enjoyment of those perishable facilities is temporary.
162Sadākāl key|kī mauz kō chhōṛ agar alpkāl K|kē sādhan key|kī mauz mē̃ rahnā chāhtē haĩ tō bāpdādā kyā kahēgā ?
193If you let go of the permanent enjoyment and want to have the enjoyment of temporary facilities, then what can BapDada say?
163Iśhārā dēgā aur kyā karēgā ?
194He will give you a signal; what else could He do?
164Kōī hīrō̃ key|kī khān par jāyē aur dō hīrē lēkar khuśh hō jāē uskō kyā kahē̃gē ?
195What would you say to someone who goes to a mine of diamonds and becomes happy with only two diamonds?
165Tō aisē nahī̃ bannā .
196So, don’t be like that.
166Atīndriya sukh K|kē mauz K|kē jhūlē mē̃ jhūlō .
197Swing in the swing of the enjoyment of supersensuous joy.
167Avināśhī prāptiyō̃ K|kē jhūlē key|kī mauz mē̃ jhūlō .
198Swing in the swing of the pleasure of the imperishable attainments.
168Drama mē̃ dēkhō , māyā kā part bhī vichitr hai .
199Look at the drama. 200Even Maya’s part is unique.
169Isī samay aisē-aisē sādhan nikalē haĩ , jō pahlē thē hī nahī̃ .
201At this time, such facilities that didn’t exist previously have emerged.
170Lēkin binā sādhan K|kē bhī jinhōnnē sādhnā key|kī , sēvā key|kī vah bhī tō example sāmnē haĩ nā !
202However, you also have in front of you the examples of those who made spiritual endeavour and did service without any of those facilities.
171Kyā yah sādhan thē ?
203Did any of those facilities exist then?
172Lēkin sēvā kitnī huī ?
204Yet how much service took place?
173Quality tō nikalī nā !
205At least quality emerged.
174Ādi ratna tō taiyār hō gayē nā !
206The original jewels became ready, at least.
175Yah sādhanō̃ key|kī ākarṣhaṇ hai .
207Those facilities are attractive.
176Sādhanō̃ kō use karnā wrong nahī̃ kahtē haĩ lēkin sādhnā kō bhūl sādhan mē̃ lag jānā , iskō bāpdādā wrong kahtē haĩ .
208It is not said to be wrong to use the facilities, but to forget your spiritual endeavour and just be occupied with the facilities, BapDada says that that is wrong.
177Sādhan jīvan K|kē uṛtī kalā kā sādhan nahī̃ hai , ādhār nahī̃ hai .
209The facilities are not the basis of the flying stage in your life.
178Sādhnā ādhār hai . 179Agar sādhnā kē bajāē sādhanō̃ kō ādhār banāyā tō result kyā hōgī ? 180Sādhan vināśhī haĩ , result kyā ?
210Spiritual endeavour is the basis of that. 211What would the result be if you made facilities your support instead of the spiritual endeavour?
181Sādhnā avināśhī hai , uskī result kyā hōgī ? 182Achchhā .
212The spiritual endeavour is imperishable, and so what would be the result?
183Chārō̃ ōr K|kē bachchō̃ K|kē puruṣhārth aur pyār K|kē samāchār patra bāpdādā kō milē haĩ , bāpdādā bachchō̃ kā umaṅg-utsāh dēkh yah karē̃gē , yah karē̃gē . . . yah samāchār sun khuśh hōtē haĩ .
213BapDada has received news of service, letters and letters of children’s efforts and their love from everywhere. 214BapDada is pleased to hear the children’s news filled with zeal and enthusiasm: “We will do this and we will do that.”
184Abhī sirph jō himmat rakhī hai , umaṅg-utsāh rakhā hai , iskō bār-bār attention dē practical mē̃ lānā .
215Now, repeatedly pay attention to the courage and zeal and enthusiasm that you have, and put that into a practical form.
185Yahī sabhī bachchō̃ kē prati bāpdādā K|kē dil key|kī duāyē̃ haĩ aur sabhī chārō̃ ōr K|kē saṅkalp , bōl aur karma mē̃ , sambandh-sampark mē̃ sampann bannē vālē śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō sadā svadarśhan karnē vālē , svadarśhan chakradhārī bachchō̃ kō , sadā dr̥iṛh saṅkalp dvārā māyājīt ban bāp kē āgē svayã kō pratyakṣha karnē vālē aur viśhva kē āgē bāp kō pratyakṣha karnē vālē serviceable , knowledgeful , successful bachchō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur dil sē padam-padamguṇā duāyē̃ hō , namastē hō .
216These are the blessings from BapDada’s heart for all of you. 217To you elevated souls everywhere who are to become full in their thoughts, words, actions, relationships and connections, to the swadarshanchakradhari children who always look at themselves, to those who become conquerors of Maya with their determination and who reveal themselves to the Father, to the serviceable, knowledge-full and successful children who reveal the Father to the world, BapDada’s love and remembrance. 218Multi-multimillion times blessings from the heart and namaste.
186Namastē .
219Namaste.
187Vardān : sachchē sāph dil K|kē ādhār sē number one lēnē vālē dilārām pasand bhav
220Blessing: May you be loved by Dilaram, the Comforter of Hearts, and claim a number one on the basis of having an honest and clean heart.
188Dilārām bāp kō sachchī dil vālē bachchē hī pasand hai .
221The Father, the Comforter of Hearts, only loves the children who have honest hearts.
189Duniyā kā dimāg na bhī hō lēkin sachchī sāph dil hō tō number one lē lē̃gē kyōṅki dimāg tō bāp itnā baṛā dē dētā hai jissē rachayitā kō jānnē sē rachnā K|kē ādi , madhya , ant key|kī knowledge kō jān lētē hō .
222Even if someone isn’t worldly wise but has an honest and clean heart, he will claim a number one. 223The Father gives you such big intellects that by knowing the Creator through them, you come to know the knowledge of the beginning, middle and end of creation.
190Tō sachchī sāph dil K|kē ādhār sē hī number bantē haĩ , sēvā K|kē ādhār sē nahī̃ .
224So, the numbers are based on having honest and clean hearts, not on the basis of service.
191Sachchē dil key|kī sēvā kā prabhāv dil tak pahuñchtā hai .
225Service done with a true heart makes an impact on hearts.
192Dimāg vālē nām kamātē haĩ aur dil vālē duāyē̃ kamātē haĩ .
226Those who are brainy earn a name, whereas those with a heart earn blessings.
193Slōgan : sarv kē prati śhubh chintan aur śhubh kāmnā rakhnā hī sachchā parōpkār hai .
227Slogan: To have pure thoughts and good wishes for everyone is to give true upliftment.
194
228
195Avyakt iśhārē - sahajyōgī bannā hai tō paramātma pyār K|kē anubhavī banō
229*** Om Shanti *** 230Avyakt Signals – In order to be an easy yogi, become experienced in God’s love.
196Jō bachchē paramātma pyār mē̃ sadā lavlīn , khōyē huē rahtē haĩ unkī jhalak aur falak , anubhūti key|kī kiraṇē̃ itnī śhaktiśhālī hōtī haĩ jō kōī bhī samasyā samīp ānā tō dūr lēkin āṅkh uṭhākar bhī nahī̃ dēkh saktī .
231The rays of the sparkle, intoxication and experience of the children who stay constantly merged in love and lost in love are so powerful that a problem approaching them is something so distant, that no problem can even raise its eyes to look at the yogis.
197Unhē̃ kabhī bhī kisī bhī prakār key|kī mēhnat hō nahī̃ saktī .
232They do not have to make any type of effort.