शुक्रवार 15 अगस्त 2025 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
015-08-2025 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
015/08/25 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - savērē-savērē uṭh yahī chintan karō ki maĩ itnī chhōṭī-sī ātmā kitnē baṛē śharīr kō chalā rahī hū̃ , mujh ātmā mē̃ avināśhī part nūndhā huā hai ' '
1Essence: Sweet children, wake up early in the morning and think about how such a tiny soul makes such a huge body function. 2“I, a soul, have an imperishable part recorded in me.”
Question
2Praśhna : śhivbābā kō kaun-sī practice hai , kaun-sī nahī̃ ?
3Question: What practice does Shiv Baba have and what practice does He not have?
Answer
3Uttar : ātmā kā gyān ratnō̃ sē śhrr̥iṅgār karnē key|kī practice śhivbābā kō hai , bākī śharīr kā śhrr̥iṅgār karnē key|kī practice unhē̃ nahī̃ kyōṅki bābā kahtē mujhē tō apnā śharīr hai nahī̃ .
4Answer: Shiv Baba has the practice of decorating souls with the jewels of knowledge, but He doesn't have the practice of decorating bodies, because He says: I do not have a body of My own.
4Maĩ inkā śharīr bhal kirāyē par lētā hū̃ lēkin is śharīr kā śhrr̥iṅgār yah ātmā svayã kartī , maĩ nahī̃ kartā .
5Although I take this one's body on loan, it is that soul that decorates his own body. 6I don't do that.
5Maĩ tō sadā aśharīrī hū̃ .
7I am always bodiless.
Song
6Gīt : badal jāē duniyā na badalē̃gē ham …
8Song: Even though the world may change, we will not change or turn away.
Murli
7Ōm śhānti .
9Om shanti.
8Bachchō̃ nē yah gīt sunā .
10You children heard this song.
9Kisnē sunā ?
11Who heard it?
10Ātmā nē in śharīr K|kē kānō̃ dvārā sunā .
12You souls heard it with the ears of your bodies.
11Bachchō̃ kō bhī yah mālūm paṛā ki ātmā kitnī chhōṭī hai .
13You children now understand how tiny each soul is.
12Vah ātmā is śharīr mē̃ nahī̃ hai tō śharīr kōī kām kā nahī̃ rahtā .
14When there is not a soul in a body, the body is of no use.
13Kitnī chhōṭī ātmā K|kē ādhār par yah kitnā baṛā śharīr chaltā hai .
15Such a huge body functions with the support of such a tiny soul.
14Duniyā mē̃ kiskō bhī patā nahī̃ hai ki ātmā kyā chīz hai jō is rath par virājmān hōtī hai .
16No one in the world knows what the soul is that is present in this chariot.
15Akālmūrt ātmā kā yah takht hai .
17This is the throne of a soul, an immortal image.
16Bachchō̃ kō bhī yah gyān miltā hai .
18You children receive this knowledge.
17Kitnā ramaṇīk , rahasya yukta hai .
19It is so entertaining and also meaningful.
18Jab kōī aisī rahasyayukta bāt sunī jātī hai tō chintan chaltā hai .
20When you hear something meaningful, you continually think about it.
19Tum bachchō̃ kā bhī yahī chintan chaltā hai - itnī chhōṭī see|sī|C ātmā hai itnē baṛē śharīr mē̃ .
21You children also continue to think about how such a tiny soul is in such a big body.
20Ātmā mē̃ 84 janmō̃ kā part nūndhā huā hai .
22A part of 84 births is recorded in this soul.
21Śharīr tō vināśh hō jātā hai . 22Bākī ātmā rahtī hai .
23The body perishes and the soul remains.
23Yah baṛī vichār key|kī bātē haĩ .
24This is something to think about.
24Savērē uṭhkar yah khyāl karnā chāhiē .
25Wake up in the morning and think about these things.
25Bachchō̃ kō smr̥iti āī hai ātmā kitnī chhōṭī hai , unkō avināśhī part milā huā hai .
26You children have now remembered that a soul is very tiny and has received an eternal part.
26Maĩ ātmā kitnī wonderful hū̃ .
27“I, a soul, am so wonderful!”
27Yah nayā gyān hai . 28Jō duniyā mē̃ kiskō bhī nahī̃ hai .
28This is new knowledge and no one in the world knows about it.
29Bāp hī ākar batlātē haĩ , jō simraṇ karnā hōtā hai . 30Ham kitnī chhōṭī see|sī|C ātmā kaisē part bajātī hai .
29Only the Father comes and tells you this. 30You have to keep thinking about how such a tiny soul plays his part.
31Śharīr 5 tatvō̃ kā bantā hai .
31A body is made of the five elements.
32Bābā kō thōṛēhī mālūm paṛtā hai . 33Śhivbābā key|kī ātmā kaisē ātī-jātī hai .
32Baba doesn't know how Shiv Baba's soul comes and goes.
34Aisē bhī nahī̃ , sadaiv ismē̃ rahtī hai .
33It isn't that He constantly stays in this body.
35Tō yahī chintan karnā hai .
34Therefore, you should think about these things.
36Tum bachchō̃ kō bāp aisā gyān dētē haĩ jō kabhī kōī kō mil na sakē .
35No one else can receive such knowledge as this, which the Father gives to you children.
37Tum jāntē hō barōbar yah gyān inkī ātmā mē̃ nahī̃ thā .
36You know that this soul (Brahma Baba) truly did not have this knowledge before.
38Aur satsaṅgō̃ mē̃ aisī-aisī bātō̃ par kōī kā khyāl nahī̃ rahtā hai .
37No one at other spiritual gatherings ever thinks about these things.
39Ātmā aur paramātmā kā riñchak bhī gyān nahī̃ hai .
38No one has the slightest knowledge of souls or the Supreme Soul.
40Kōī bhī sādhū-sãyāsī ādi yah thōṛēhī samajhtē ki ham ātmā śharīr dvārā inkō mantra dētī hai .
39None of the sannyasis or holy men knows that it is a soul that gives mantras to others through his body.
41Ātmā śharīr dvārā śhāstra paṛhtī hai .
40Souls study the scriptures with their bodies.
42Ēk bhī manuṣhya mātra ātma-abhimānī nahī̃ hai .
41Not a single human being is soul conscious.
43Ātmā kā gyān kōī kō hai nahī̃ , tō phir bāp kā gyān kaisē hōgā .
42No one has this knowledge of souls. 43Therefore, how could anyone have this knowledge of the Father?
44Tum bachchē jāntē hō ham ātmāō̃ kō bāp kahtē haĩ mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ ! 45Tum kitnā samajhdār ban rahē hō .
44You children know that it is to you souls that the Father says: Sweetest children, you are becoming so sensible.
46Aisā kōī manuṣhya nahī̃ jō samajhē ki is śharīr mē̃ jō ātmā hai , unkō parampitā paramātmā baiṭh paṛhātē haĩ .
45There isn't a single human being who understands that the Supreme Father, the Supreme Soul, sits here and teaches the soul that is in this body.
47Kitnī samajhnē key|kī bātē̃ haĩ .
46These matters have to be clearly understood.
48Parantu phir bhī dhandhē ādi mē̃ jānē sē bhūl jātē haĩ .
47However, when you become busy with your business, etc., you forget.
49Pahlē tō bāp ātmā kā gyān dētē haĩ jō kōī bhī manuṣhya mātra kō nahī̃ hai .
48First of all, the Father gives you this knowledge of souls. 49No human being has this knowledge.
50Gāyan bhī hai nā - ātmāyē̃-paramātmā alag rahē bahukāl . . . hisāb hai nā .
50It is remembered that souls remained separated from the Supreme Soul for a long time. 51There is an account of this.
51Tum bachchē jāntē hō ātmā hī bōltī hai śharīr dvārā .
52You children know that it is a soul that speaks through a body.
52Ātmā hī śharīr dvārā achchhē vā burē kām kartī hai .
53Each soul performs good or bad acts through a body.
53Bāp ākar ātmāō̃ kō kitnā gul-gul banātē haĩ .
54The Father comes and makes you souls so beautiful.
54Pahlē-pahlē tō bāp kahtē haĩ savērē-savērē uṭhkar yahī practice vā khyāl karō ki ātmā kyā hai ?
55First of all, the Father says: When you wake up in the morning, practise thinking about what the soul, who listens through your body, is.
55Jō is śharīr dvārā suntī hai . 56Ātmā kā bāp parampitā paramātmā hai , jiskō patit-pāvan , gyān kā sāgar kahtē haĩ .
56The Father of souls is the Supreme Father, the Supreme Soul, who is also called the Purifier and the Ocean of Knowledge.
57Phir kōī manuṣhya kō sukh kā sāgar , śhānti kā sāgar kaisē kah saktē .
57Therefore, how could any human being be called an ocean of happiness or an ocean of peace, as they say?
58Kyā lakṣhmī-nārāyaṇ kō kahē̃gē sadaiv pavitratā kā sāgar ?
58Would you say that Lakshmi and Narayan are constantly oceans of purity?
59Nahī̃ . 60Ēk bāp hī sadaiv pavitratā kā sāgar hai .
59No, only the one Father is constantly the Ocean of Purity.
61Manuṣhya tō sirph bhakti mārg K|kē śhāstrō̃ kā baiṭh varṇan kartē haĩ .
60Human beings simply sit and speak about the scriptures of the path of devotion.
62Practical anubhav nahī̃ hai .
61They don't have any practical experience.
63Aisē nahī̃ samajhē̃gē ham ātmā is śharīr sē bāp key|kī mahimā kartē haĩ .
62They don’t understand that it is souls that praise the Father through their bodies.
64Vah hamārā bahut mīṭhā bābā hai .
63He is our very sweet Baba.
65Vahī sukh dēnē vālā hai .
64He alone is the Bestower of Happiness.
66Bāp kahtē haĩ - hē ātmāyē̃ , ab mērī mat par chalō .
65The Father says: O souls, now follow My directions.
67Yah avināśhī ātmā kō avināśhī bāp dvārā avināśhī mat miltī hai .
66You imperishable souls receive eternal directions from the eternal Father.
68Vah vināśhī śharīrdhāriyō̃ kō vināśhī śharīr-dhāriyō̃ key|kī hī mat miltī hai .
67Those perishable bodily beings receive directions from perishable bodily beings.
69Satyug mē̃ tō tum yahā̃ key|kī prālabdh pātē hō .
68In the golden age, you receive the reward that you earn here.
70Vahā̃ kabhī ulṭī mat miltī hī nahī̃ .
69There, no one receives wrong directions.
71Abhī key|kī śhrīmat hī avināśhī ban jātī hai , jō ādhākalp chaltī hai .
70The shrimat that you are given now is eternal; it lasts for half a cycle.
72Yah nayā gyān hai , kitnī buddhi chāhiē iskō grahaṇ karnē key|kī . 73Aur act mē̃ ānā chāhiē .
71This is new knowledge. 72You need to have such intellects that you are able to grasp this and then act upon it.
74Jinhō̃ nē śhurū sē bahut bhakti key|kī hōgī vahī achchhī rīti dhāraṇ kar sakē̃gē .
73Only those who have done devotion from the beginning will be able to imbibe this very well.
75Yah samajhnā chāhiē - agar hamārī buddhi mē̃ ṭhīk rīti dhārṇā nahī̃ hōtī hai , tō jarūr śhurū sē hamnē bhakti nahī̃ kī hai .
74You should understand that if your intellect is unable to imbibe this well, you definitely have not done devotion from the beginning.
76Bāp kahtē haĩ kuchh bhī nahī̃ samajhtē hō tō bāp sē pūchhō kyōṅki bāp hai avināśhī surgeon .
75The Father says: If you don't understand anything, then ask the Father because He is the eternal Surgeon.
77Unkō supreme soul bhī kahā jātā hai .
76He is also called the Supreme Soul.
78Ātmā pavitra bantī hai tō unkī mahimā hōtī hai .
77When souls become pure, they are praised.
79Ātmā key|kī mahimā hai tō śharīr key|kī bhī mahimā hōtī hai .
78When there is praise of souls, there is also praise of their bodies.
80Ātmā tamōpradhān hai tō śharīr key|kī bhī mahimā nahī̃ .
79When a soul is tamopradhan, even his body isn't praised.
81Is samay tum bachchō̃ kō bahut guhya buddhi miltī hai .
80At this time, you children receive very deep intellects.
82Ātmā kō hī miltī hai .
81It is you souls that receive them.
83Ātmā kō kitnā mīṭhā bannā chāhiē . 84Sabkō sukh dēnā chāhiē .
82You souls have to become very sweet and give happiness to everyone.
85Bābā kitnā mīṭhā hai .
83Baba is so sweet!
86Ātmāō̃ kō bhī bahut mīṭhā banātē haĩ .
84He also makes souls very sweet.
87Ātmā kōī bhī akartavya kārya na karē - yah practice karnī hai .
85Practise: “We souls must not perform any unrighteous actions.”
88Check karnā hai ki mērē sē kōī akartavya tō nahī̃ hōtā hai ?
86Check: “Am I doing anything unrighteous?”
89Śhivbābā kabhī akartavya kārya karē̃gē ?
87Would Shiv Baba do anything unrighteous?
90Nahī̃ . 91Vah ātē hī haĩ uttam sē uttam kalyāṇkārī kārya karnē .
88No, He comes to carry out the most elevated, benevolent task of all.
92Sabkō sadgati dētē haĩ .
89He grants salvation to everyone.
93Tō jō bāp kartavya kartē haĩ , bachchō̃ kō bhī aisā kartavya karnā chāhiē .
90Therefore, you children have to perform the same task that the Father carries out.
94Yah bhī samjhāyā hai , jisnē śhurū sē lēkar bahut bhakti kī hai , unkī buddhi mē̃ hī yah gyān ṭhaharēgā .
91You have been told that those who have done a lot of devotion from the beginning will be able to retain this knowledge.
95Abhī bhī dēvtāō̃ K|kē ḍhēr bhakta haĩ .
92Even now, there are many devotees of the deities.
96Apnā sir dēnē kē liē bhī taiyār rahtē haĩ .
93They are even ready to cut off their own heads.
97Bahut bhakti karnē vālō̃ K|kē pichhāṛī , cum|kam bhakti karnē vālē laṭaktē rahtē . 98Unkī mahimā gātē haĩ .
94Those who have done little devotion continue to hang around the ones who have done a lot of devotion; they sing praise of them.
99Unkā tō sthūl mē̃ sab dēkhnē mē̃ ātā hai .
95Everything of theirs is physically visible.
100Yahā̃ tum hō gupta .
96Here, you are incognito.
101Tumhārī buddhi mē̃ sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant kā sārā gyān hai .
97Your intellects have this whole knowledge of the beginning, the middle and the end of the world.
102Yah bhī bachchō̃ kō mālūm hai - bābā hamkō paṛhānē āyē haĩ . 103Ab phir ham ghar jāyēṅgē .
98You children also know that the Father has come to teach us and that we are now to go back home.
104Jahā̃ sab ātmāyē̃ ātī haĩ , vah hamārā ghar hai .
99The place where all souls reside is our home.
105Vahā̃ śharīr hī nahī̃ tō āvāz kaisē hō .
100Since there are no bodies there, how could there be any sound?
106Ātmā K|kē binā śharīr jaṛ ban jātā hai .
101Without a soul, a body becomes non-living.
107Manuṣhyō̃ kā śharīr mē̃ kitnā mōh rahtā hai !
102Human beings have so much attachment to their bodies.
108Ātmā śharīr sē nikal gaī tō bākī 5 tatva , un par bhī kitnā lav|love rahtā hai .
103When a soul leaves his body, only the five elements remain and yet human beings still have so much love for that.
109Strī pati key|kī chitā par chaṛhnē liē taiyār hō jātī hai . 110Kitnā mōh rahtā hai śharīr mē̃ .
104A wife is ready to climb onto her husband’s funeral pyre; there is so much attachment to that body.
111Abhī tum samajhtē hō naṣhṭō-mōhā hōnā hai , sārī duniyā sē .
105You now understand that you have to destroy all your attachment to the whole world.
112Yah śharīr tō khatm hōnā hai . 113Tō unsē mōh nikal jānā chāhiē nā .
106This body is going to be destroyed, so all attachment has to be removed from it.
114Parantu bahut mōh rahtā hai .
107However, there is a lot of attachment.
115Brāhmaṇō̃ kō khilātē haĩ . 116Yād kartē haĩ nā - phalānē kā śhrāddh hai .
108On the day of remembrance of a departed soul, a brahmin priest is offered food (they indirectly offer food to the departed spirit).
117Ab vah thōṛēhī khā saktē haĩ .
109That soul cannot eat anything.
118Tum bachchō̃ kō tō ab in bātō̃ sē alag hō jānā chāhiē .
110You children now have to separate yourselves from those things.
119Drama mē̃ har ēk apnā part bajātē haĩ .
111Each one plays his own part in the drama.
120Is samay tumkō gyān hai , hamkō naṣhṭōmōhā bannā hai .
112At this time, you know that you have to become destroyers of attachment.
121Mōhjīt rājā key|kī bhī kahānī hai nā aur kōī mōh jīt rājā hōtā nahī̃ .
113There is the story of the king who conquered attachment. 114There was not really a king who conquered attachment.
122Yah tō kathāyē̃ bahut banāī haĩ nā .
115They just made up many stories.
123Vahā̃ akālē mr̥iityu hōtī nahī̃ .
116There is no untimely death there.
124Tō pūchhnē key|kī bhī bāt nahī̃ rahtī .
117Therefore, there is no question of asking about anything.
125Is samay tumkō mōhjīt banātē haĩ .
118It is at this time that you are made into conquerors of attachment.
126Svarg mē̃ mōh jīt rājāyē̃ thē , yathā rājā rānī tathā prajā aisē haĩ .
119In the golden age, there are the kings who conquered attachment. 120As are the king and queen, so their subjects.
127Vah hai hī naṣhṭōmōhā key|kī rājdhānī .
121In fact, that whole kingdom is of those who conquered attachment.
128Rāvaṇ rājya mē̃ mōh hōtā hai .
122It is in Ravan's kingdom that there is attachment.
129Vahā̃ tō vikār hōtā nahī̃ , rāvaṇ rājya hī nahī̃ . 130Rāvaṇ key|kī rājāī chalī jātī hai .
123There is no vice there, because Ravan's kingdom is not there; Ravan's kingdom disappears.
131Rām rājya mē̃ kyā hōtā hai , kuchh bhī patā nahī̃ .
124No one knows anything about what happens in the kingdom of Rama.
132Sivāē bāp K|kē aur kōī yah bātē̃ batā na sakē .
125No one, but the Father, can tell you these things.
133Bāp is śharīr mē̃ hōtē bhī dēhī-abhimānī hai .
126Although the Father is in this body, He still remains soul conscious.
134Loan athavā kirāyē par makān lētē haĩ tō usmē̃ bhī mōh rahtā hai .
127Even when a house is taken on loan or rented, there is still attachment to that house.
135Makān kō achchhī rīti pharniś kartē haĩ , inkō tō pharniś karnā nahī̃ hai kyōṅki bāp tō aśharīrī hai nā .
128People furnish their houses very well. 129That One doesn’t need to furnish anything because the Father is bodiless.
136Inkō kōī bhī śhrr̥iṅgār ādi karnē key|kī practice hī nahī̃ hai .
130He doesn’t have any practice of decorating bodies.
137Inkō tō avināśhī gyān ratnō̃ sē bachchō̃ kō śhrr̥iṅgārnē key|kī hī practice hai .
131He only has the practice of decorating you children with these imperishable jewels of this knowledge.
138Sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant kā rāz samjhātē haĩ .
132He explains to you the secrets of the beginning, the middle and the end of the world.
139Śharīr tō apavitr hī hai , inkō jab dūsrā nayā śharīr milēgā tō pavitra hōṅgē .
133This body is impure, but when he receives his next body, that will be pure.
140Is samay tō yah purānī duniyā hai , yah khatm hō jānī hai .
134At this time, this world is old and has to be destroyed.
141Yah bhī duniyā mē̃ kiskō patā hī nahī̃ hai .
135No one in the world knows this.
142Dhīrē-dhīrē mālūm paṛēgā .
136They will gradually come to know about it.
143Naī duniyā kī sthāpanā aur purānī duniyā kā vināśh - yah tō bāp kā hī kām hai .
137It is only the Father’s task to establish that new world and to destroy this old world.
144Bāp hī ākar brahmā dvārā prajā rach naī duniyā kī sthāpanā kar rahē haĩ .
138The Father comes and creates creation through Brahma in order to establish that new world.
145Tum naī duniyā mē̃ hō ?
139Are you in a new world?
146Nahī̃ , naī duniyā sthāpan hōtī hai .
140No; that new world is being established.
147Tō brāhmaṇō̃ key|kī chōṭī bhī ūñch hai .
141Therefore, the topknot of Brahmins is the highest.
148Bābā nē samjhāyā hai , bābā K|kē sammukh ātē hō tō pahlē yah yād karnā hai ki ham īśhvar bāp K|kē sammukh jātē haĩ .
142Baba has explained that when you come face to face with Baba, first of all, remember that you are coming directly in front of God, the Father.
149Śhivbābā tō nirākār hai .
143Shiv Baba is incorporeal.
150Unkē sammukh ham kaisē jāyē̃ .
144How can you go face to face in front of Him?
151Tō us bāp kō yād kar phir bāp K|kē sammukh ānā hai .
145Therefore, you have to remember that Father, and then come in front of this father.
152Tum jāntē hō vah ismē̃ baiṭhā huā hai .
146You know that He is sitting in this one.
153Yah śharīr tō patit hai .
147This body is impure.
154Śhivbābā key|kī yād mē̃ na rah kōī kām kartē hō tō pāp lag jātā hai .
148When you do something without being in remembrance of Shiv Baba, sin is accumulated.
155Ham śhivbābā kē pās jātē haĩ .
149We are going to Shiv Baba.
156Phir dūsrē janm mē̃ dūsrē sambandhī hōṅgē .
150Then, in our next births, we will have different relatives.
157Vahā̃ dēvtāō̃ key|kī gōd mē̃ jāyēṅgē .
151There, we will go into the laps of the deities.
158Yah īśhvarīy gōd ēk hī bār miltī hai .
152Only once do we receive this lap of God.
159Mukh sē kahtē haĩ bābā ham āpkā hō chukā .
153You say: “Baba, I now belong to You.”
160Bahut haĩ jinhōnnē kabhī dēkhā bhī nahī̃ hai .
154There are many who have never even seen Him.
161Bāhar mē̃ rahtē haĩ , likhtē haĩ śhivbābā ham āpkī gōd K|kē bachchē hō chukē haĩ .
155They live outside and they write to Shiv Baba: “Baba, I have become Your adopted child.”
162Buddhi mē̃ gyān hai .
156There is this knowledge in the intellect.
163Ātmā kahtī hai - ham śhivbābā K|kē ban chukē .
157The soul says: “I now belong to Shiv Baba.”
164Inkē pahlē ham patit key|kī gōd K|kē thē .
158Before this, we were in the laps of impure ones.
165Bhaviṣhya mē̃ pavitra dēvtā key|kī gōd mē̃ jāyēṅgē .
159In the future, we will go into the laps of the pure deities.
166Yah janm durlabh hai .
160This birth is invaluable.
167Hīrē jaisā tum yahā̃ saṅgamyug par bantē hō .
161You become as valuable as a diamond at the confluence age.
168Saṅgamyug kōī us pānī K|kē sāgar aur nadiyō̃ kō nahī̃ kahā jātā .
162The confluence age is not the meeting of the rivers of water with an ocean.
169Rāt din kā fark hai .
163There is the difference of night and day.
170Brahmaputrā baṛē tē baṛī nadī hai , jō sāgar mē̃ miltī hai .
164The Brahmaputra River is the biggest river. 165It meets an ocean.
171Nadiyā̃ jākar sāgar mē̃ paṛtī haĩ .
166Rivers flow into oceans.
172Tum bhī sāgar sē nikalī huī gyān nadī hō .
167You are the rivers of knowledge who have emerged from the Ocean.
173Gyān sāgar śhivbābā hai .
168Shiv Baba is the Ocean of Knowledge.
174Baṛē tē baṛē nadī hai brahmaputrā .
169The biggest river of all is the Brahmaputra River.
175Inkā nām brahmā hai .
170This one’s name is Brahma.
176Sāgar sē inkā kitnā male|mail|mēl hai .
171He is so similar to the Ocean.
177Tumkō mālūm hai nadiyā̃ kahā̃ sē nikaltī haĩ .
172You know from where rivers emerge.
178Sāgar sē hī nikaltī haĩ , phir sāgar mē̃ paṛtī haĩ .
173They emerge from an ocean and then merge back into an ocean.
179Sāgar sē mīṭhā pānī khīñchtē haĩ .
174Sweet water is drawn from an ocean.
180Sāgar K|kē bachchē phir sāgar mē̃ jākar miltē haĩ .
175You children of the Ocean come and then merge into the Ocean.
181Tum bhī gyān sāgar sē nikalī hō phir sab vahā̃ chalī jāyēṅgī , jahā̃ vah rahtē haĩ , vahā̃ tum ātmāyē̃ bhī rahtī hō .
176You have emerged from the Ocean of Knowledge and all of you will then go back with Him to where He resides. 177You souls also stay there.
182Gyān sāgar ākar tumkō pavitra mīṭhā banātē haĩ .
178The Ocean of Knowledge comes and makes you sweet and pure.
183Ātmā jō khārī ban gaī hai unkō mīṭhā banātē haĩ .
179He makes the souls that have become salty sweet again.
1845 vikārō̃ rūpī chhī-chhī namkīn tumsē nikal jātī hai , tō tum tamōpradhān sē satōpradhān ban jātē hō .
180The salty rubbish of the five vices is removed from you and you become satopradhan from tamopradhan.
185Bāp puruṣhārth bahut karātē haĩ .
181The Father inspires you to make a lot of effort.
186Tum kitnē satōpradhān thē , svarg mē̃ rahtē thē .
182You were so satopradhan when you lived in heaven.
187Tum bilkul chhī-chhī ban gayē hō .
183You have now become completely dirty.
188Rāvaṇ nē tumkō kyā banāyā hai .
184Look what Ravan has made you become!
189Bhārat mē̃ hī gāyā jātā hai hīrē jaisā janm amōlak .
185Only in Bharat is it remembered: “A birth as invaluable as a diamond.”
190Bābā kahtē rahtē haĩ tum kauṛiyō̃ pichhāṛī kyō̃ hairān hōtē hō .
186Baba continues to ask you: Why do you distress yourselves chasing after shells?
191Kauṛiyā̃ bhī jāstī thōṛēhī chāhiē .
187In any case, you don’t need many shells.
192Garīb jhaṭ samajh jātē haĩ .
188The poor understand very quickly.
193Sāhūkār tō kahtē haĩ abhī hamārē liē yahā̃ hī svarg hai .
189The wealthy believe that it is heaven here for them now.
194Tum bachchē jāntē hō - jō bhī manuṣhya mātra haĩ sabkā is samay kauṛī jaisā janm hai .
190You children know that the birth of all human beings at this time is as worthless as a shell.
195Ham bhī aisē thē .
191We too were like that.
196Abhī bābā hamkō kyā banātē haĩ .
192Look what Baba is now making us become.
197Aim-object tō hai nā . 198Ham nar sē nārāyaṇ bantē haĩ .
193You have the aim and objective of changing from human beings into Narayan.
199Bhārat ab kauṛī jaisā kaṅgāl hai nā .
194Bharat is now poverty-stricken and worth a shell.
200Bhāratvāsī khud thōṛēhī jāntē .
195The people of Bharat themselves don’t know this.
201Yahā̃ tum kitnē sādhāraṇ ablāyē̃ hō .
196Here, you are very ordinary, weak and innocent mothers.
202Kōī baṛā ādmī hōgā tō unkō yahā̃ baiṭhnē key|kī dil nahī̃ hōgī .
197Important people do not feel like sitting here.
203Jahā̃ baṛē-baṛē ādmī sanyāsī gurū ādi lōg hōṅgē vahā̃ key|kī baṛī-baṛī sabhāō̃ mē̃ jāyēṅgē .
198Instead, they go to big gatherings where there are great sannyasis and gurus, etc.
204Bāp bhī kahtē haĩ maĩ garīb nivāj hū̃ .
199The Father says: I am the Lord of the Poor.
205Kahtē haĩ bhagvān garībō̃ key|kī rakṣhā kartē haĩ .
200It is said that God protects the poor.
206Abhī tum jāntē hō - ham kitnē sāhūkār thē .
201You now know how wealthy you used to be.
207Abhī phir bantē haĩ .
202You are now once again becoming that.
208Bābā likhtē bhī haĩ tum padmāpadampati bantē hō .
203Baba writes that you are going to become multimillionaires.
209Vahā̃ par mārāmārī nahī̃ hōtī hai .
204There is no fighting or battling there.
210Yahā̃ tō dēkhō paisē kē pīchhē kitnī mārāmārī hai .
205Here, there is so much fighting over money.
211Riśhvat kitnī miltī hai .
206There is also so much bribery.
212Paisē tō manuṣhyō̃ kō chāhiē nā .
207Human beings need money.
213Tum bachchē jāntē hō bābā hamārā khajānā bharpūr kar dētē haĩ .
208You children know that Baba is filling your treasure stores.
214Ādhākalp kē liē jitnā chāhiē utnā dhan lō|low , parantu puruṣhārth pūrā karō .
209Take as much wealth as you want for half a cycle. 210However, you do have to make full effort.
215Gaphlat nahī̃ karō .
211Don't become careless.
216Kahā jātā hai nā follow father .
212It is said: "Follow the father".
217Father kō follow karō tō yah jākar banē̃gē . 218Nar sē nārāyaṇ , nārī sē lakṣhmī , baṛā bhārī imtahān hai .
213By following the father, this is what you will become: Lakshmi or Narayan from an ordinary man or woman. 214This is an important examination.
219Ismē̃ jarā bhī ġaphlat nahī̃ karnī chāhiē .
215Don't be even slightly careless in this.
220Bāp śhrīmat dētē haĩ tō phir us par chalnā hai .
216The Father is giving you shrimat. 217Therefore, follow it.
221Kāydē kānūn kā ullaṅghan nahī̃ karnā hai .
218Don't disobey the rules and regulations.
222Śhrīmat sē hī tum śhrī bantē hō .
219You become elevated by following shrimat.
223Mañjil bahut baṛī hai .
220The destination is very high.
224Apnā rōz kā khātā rakhō . 225Kamāī kī yā nuksān kiyā ? 226Bāp kō kitnā yād kiyā ? 227Kitnē kō rāstā batāyā ?
221Keep a daily account as to whether there was a profit or a loss, how much you remembered the Father and to how many you showed this path.
228Andhō̃ kī lāṭhī tum hō nā .
222You are sticks for the blind.
229Tumkō gyān kā tīsrā nētra miltā hai .
223Each of you receives a third eye of this knowledge.
230Achchhā !
224Achcha.
231Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
225To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
232Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
226The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
233Dhārṇā kē liē mukhya sār :
227Essence for dharna:
2341 ) jaisē bāp mīṭhā hai , aisē mīṭhā ban sabkō sukh dēnā hai .
2281. Become just as sweet as the Father and give everyone happiness.
235Kōī bhī akartavya kārya nahī̃ karnā hai .
229Don't perform any unrighteous acts.
236Uttam sē uttam kalyāṇ kā hī kārya karnā hai .
230Perform the most elevated task of benevolence.
2372 ) kauṛiyō̃ K|kē pichhāṛī hairān nahī̃ hōnā hai .
2312. Don’t distress yourself chasing after shells.
238Puruṣhārth kar apnī jīvan hīrē jaisī banānī hai .
232Make effort and make your life as valuable as a diamond.
239Gaphlat nahī̃ karnī hai .
233Don't be careless.
Blessing
240Vardān : niśhchay rūpī pāṅw kō achal rakhnē vālē sadā niśhchaybuddhi niśhchint bhav
234Blessing: May your intellect constantly have faith and you remain carefree by letting the foot of your faith remain unshakeable.
241Sabsē baṛī bīmārī hai chintā , iskī davāī doctors kē pās bhī nahī̃ hai .
235The biggest illness is worry and doctors do not have any medicine for it.
242Chintā vālē jitnā hī prāpti kē pīchhē dauṛtē haĩ utnā prāpti āgē dauṛ lagātī hai isliē niśhchay K|kē pāṅw sadā achal rahē̃ .
236However much those with worry chase attainments, the further away those attainments run. 237Therefore, let the foot of your faith constantly remain unshakeable.
243Sadā ēk bal ēk bharōsā - yah pāṅw achal hai tō vijay niśhchit hai .
238When you have one strength and one support and remain unshakeable, victory is then guaranteed.
244Niśhchit vijayī sadā hī niśhchint haĩ .
239Guaranteed victory makes you constantly carefree.
245Māyā niśhchay rūpī pāṅw kō hilānē kē liē hī bhinn-bhinn rūp sē ātī hai lēkin māyā hil jāē - āpkā niśhchay rūpī pāṅw na hilē tō niśhchint rahnē kā vardān mil jāyēgā .
240Maya comes in different forms in order to shake the foot of your faith. 241However, you can let Maya shake, but you cannot let the foot of your faith shake. 242You will then receive the blessing of remaining carefree.
Slogan
246Slōgan : har ēk key|kī viśhēṣhtā kō dēkhtē jāō tō viśhēṣh ātmā ban jāyēṅgē .
243Slogan: Continue to see each one’s specialities and you will become a special soul.
244*** Om Shanti ***
247Avyakt iśhārē - sahajyōgī bannā hai tō paramātma pyār K|kē anubhavī banō
245Avyakt Signals – In order to be an easy yogi, become experienced in God’s love.
248Āp gōp-gōpiyō̃ K|kē charitra gāyē huē haĩ - bāp sē sarv-sambandhō̃ kā sukh lēnā aur magna rahnā athavā sarv-sambandhō̃ K|kē lav|love mē̃ lavlīn rahnā .
246The divine activities of you gopes and gopis have been remembered as experiencing the happiness of all relationships with the Father and remaining absorbed in Him. 247This means to remain merged in His love.
249Jab kōī ati snēh sē miltē haĩ tō us samay snēh K|kē milan K|kē yahī śhabda hōtē ki ēk dūsrē mē̃ samā gayē yā dōnō̃ milkar ēk hō gayē .
248When you meet someone with deep love, these are the words of that meeting with love: “they become merged in one another”, or “the two meet and became one.”
250Tō bāp K|kē snēh mē̃ samā gayē arthāt bāp kā svarūp hō gayē .
249So, to become merged in the Father’s love means your form becomes the same as the Father’s.