शनिवार 16 अगस्त 2025 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

016-08-2025 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

016/08/25 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - tumhārī aim object hai wonderful raṅg-biraṅgī duniyā ( svarg ) kā mālik bannā , tō sadā isī khuśhī mē̃ harṣhit rahō , murjhāyā huā nahī̃ ' '

1Essence: Sweet children, your aim and objective is to become the masters of that wonderful, colourful world (of heaven). 2Therefore, remain constantly cheerful in that happiness and don’t wilt.

Question

2Praśhna  : takdīrvān bachchō̃ kō kaun-sā umaṅg sadā banā rahēgā  ?

3Question: What enthusiasm would the fortunate children constantly have?

Answer

3Uttar  : hamē̃ bēhad kā bāp naī duniyā kā prince-princess banānē kē liē paṛhā rahē haĩ .

4Answer: The unlimited Father is teaching us in order to make us into princes and princesses of a new world.

4Tum isī umaṅg sē sabkō samjhā saktē hō ki is laṛāī mē̃ svarg samāyā huā hai .

5You can explain to everyone with the same enthusiasm that heaven is merged in this war.

5Is laṛāī kē bād svarg K|kē dvār khulnē haĩ - isī khuśhī mē̃ rahnā hai aur khuśhī-khuśhī sē dūsrō̃ kō bhī samjhānā hai .

6It will be after this war that the gates to heaven open. 7Remain in this happiness and also explain to others with great happiness.

Song

6Gīt  : duniyā raṅg raṅgīlī bābā …

8Song: Baba, the world is very colourful.

Murli

7Ōm śhānti .

9Om shanti.

8Yah kinhōnnē kahā bābā kō , ki duniyā raṅg-biraṅgī hai  ?

10Who said to Baba that this is a colourful world?

9Ab inkā arth|earth dūsrā kōī samajh na sakē .

11No one else can understand the meaning of this.

10Bāp nē samjhāyā hai yah khēl raṅg-raṅgīlā hai .

12The Father has now explained that this play is very colourful.

11Kōī bhī bioscope ādi hōtā hai tō bahut raṅg-biraṅgī scene-sīnariyā̃ ādi hōtī haĩ nā .

13In films, etc., there are very colourful scenes and scenery.

12Ab is bēhad key|kī duniyā kō kōī jāntē hī nahī̃ .

14Now, no one knows this unlimited world.

13Tumhārē mē̃ bhī number-vār puruṣhārth anusār sārē viśhva K|kē ādi-madhy-ant kā gyān hai .

15Among you too, the knowledge that you have of the beginning, the middle and the end of the whole world is numberwise, according to your efforts.

14Tum samajhtē hō svarg kitnā raṅg-biraṅgā hai , ḵẖūbṣhūrat hai .

16You understand how colourful heaven is, how beautiful it is.

15Jiskō kōī bhī jāntē nahī̃ .

17No one else knows this.

16Kōī key|kī buddhi mē̃ nahī̃ hai , vah hai wonderful raṅg-biraṅgī duniyā .

18It is not in anyone’s intellect how colourful and wonderful that world is.

17Gāyā jātā hai wonder of|off dī|the world - iskō sirph tum jāntē hō .

19There is praise of the wonders of the world. 20Only you know this.

18Tum hī wonder of world kē liē apnī-apnī takdīr anusār puruṣhārth kar rahē hō .

21You are the ones who make effort, according to your own fortune, for that wonder of the world.

19Aim object tō hai .

22That is your aim and objective.

20Vah hai wonder of world , baṛī raṅg-biraṅgī duniyā hai , jahā̃ hīrē-javāharātō̃ K|kē mahal hōtē haĩ .

23That is the wonder of the world; it is a very colourful world, where there are palaces studded with diamonds and jewels.

21Tum ēk second mē̃ wonderful vaikuṇṭha mē̃ chalē jātē hō .

24You go to wonderful Paradise in just a second.

22Khēltē hō , rās-vilās ādi kartē hō .

25You play and dance, etc. there.

23Barōbar wonderful duniyā hai nā .

26It is definitely a wonderful world.

24Yahā̃ hai māyā kā rājya .

27Here, it is the kingdom of Maya.

25Yah bhī kitnā wonderful hai .

28This too is so wonderful.

26Manuṣhya kyā-kyā kartē rahtē haĩ .

29Human beings do all sorts of things.

27Duniyā mē̃ yah kōī bhī nahī̃ samajhtē ki ham nāṭak mē̃ khēl kar rahē haĩ .

30No one in the world knows that we are performing a drama.

28Nāṭak agar samajhē̃ tō nāṭak K|kē ādi-madhy-ant kā bhī gyān hō .

31If they understood that this is a drama, they would also have the knowledge of the beginning, the middle and the end of the drama.

29Tum bachchē jāntē hō bāp bhī kitnā sādhāraṇ hai .

32You children understand that the Father is so simple.

30Māyā bilkul hī bhulā dētī hai .

33Maya makes you forget everything completely.

31Nāk sē pakaṛā , yah bhulāyā .

34She grabs hold of you by the nose and makes you forget everything.

32Abhī-abhī yād mē̃ haĩ , bahut harṣhit rahtē haĩ . 33Ōhō  !

35One moment, you are in remembrance and very cheerful: “Oho!

34Ham wonder of world svarg K|kē mālik ban rahē haĩ , phir bhūl jātē haĩ tō murjhā paṛtē haĩ .

36We are becoming the masters of heaven, the wonder of the world!”. 37Then, the next moment, you forget this and wilt.

35Aisā murjhā jātē haĩ jō bhīl bhī aisā murjhāyā huā na hō .

38Some wilt so much. 39Even the bheels (native tribal of Rajsthan) don’t wilt as much.

36Zarā bhī jaisēki samajhtē hī nahī̃ ki ham svarg mē̃ jānē vālē haĩ . 37Hamkō bēhad kā bāp paṛhā rahē haĩ .

40It is as though they don’t even understand that they are going to heaven, that the unlimited Father is teaching us.

38Jaisē ēkdam murdē ban jātē haĩ .

41It is as though they become complete corpses.

39Vah khuśhī , naśhā nahī̃ rahtā .

42That happiness and intoxication doesn’t remain.

40Abhī wonder of world key|kī sthāpanā hō rahī hai .

43The establishment of the wonder of the world is now taking place.

41Wonder of world kā śhrīkr̥iṣhṇa hai prince .

44Shri Krishna was the prince of the wonder of the world.

42Yah bhī tum jāntē hō .

45You also understand this.

43Śhrīkr̥iṣhṇa janmāṣhṭamī par bhī jō gyān mē̃ hōśhiyār haĩ vah samjhātē hōṅgē .

46Those who are clever in this knowledge would explain about Janamashtmi (the birthday of Shri Krishna.)

44Śhrīkr̥iṣhṇa wonder of world kā prince thā .

47Shri Krishna was the prince of the wonder of the world.

45Vah satyug phir kahā̃ gayā  !

48Where did that golden age go to?

46Satyug sē lēkar sīṛhī kaisē utarē .

49How did you come down the ladder from the golden age?

47Satyug sē kaliyug kaisē huā  ?

50How did the golden age become the iron age?

48Utartī kalā kaisē huī  ?

51How did the stage of descent come?

49Tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ hī āyēgā .

52This only enters the intellects of you children.

50Us khuśhī sē samjhānā chāhiē . 51Śhrīkr̥iṣhṇa ā rahē haĩ . 52Śhrīkr̥iṣhṇa kā rājya phir sthāpan hō rahā hai .

53You should explain with happiness that Shri Krishna is coming, that the kingdom of Shri Krishna is being established once again.

53Yah sunkar bhāratvāsiyō̃ kō bhī khuśhī hōnī chāhiē .

54The people of Bharat should be happy to hear this.

54Parantu yah umaṅg unhō̃ kō āyēgā jō takdīrvān hōṅgē .

55However, only those who are fortunate will have that enthusiasm.

55Duniyā K|kē manuṣhya tō ratnō̃ kō bhī patthar samajhkar phēṅk dēgē .

56People of the world even throw away these jewels thinking that they are stones.

56Yah avināśhī gyān ratna haĩ nā .

57These jewels are the imperishable jewels of this knowledge.

57In gyān ratnō̃ kā sāgar hai bāp .

58The Father is the Ocean of these jewels of knowledge.

58In ratnō̃ key|kī bahut value hai .

59These jewels of knowledge are very valuable.

59Yah gyān ratna dhāraṇ karnē haĩ .

60You have to imbibe the jewels of this knowledge.

60Abhī tum gyān sāgar sē direct suntē hō tō phir aur kuchh bhī sunnē key|kī darkār hī nahī̃ .

61You are now listening directly to the Ocean of Knowledge. 62Therefore, there is no need to listen to anything else.

61Satyug mē̃ yah hōtē nahī̃ .

63These jewels do not exist in the golden age.

62Na vahā̃ L . L . be|B . , na surgeon ādi bannā hōtā hai .

64There are no LLBs (barristers) there, nor does anyone there have to become a surgeon, etc.

63Vahā̃ yah knowledge hī nahī̃ .

65This knowledge doesn’t exist there.

64Vahā̃ tō tum prālabdh bhōgtē hō .

66There, you experience the reward.

65Tō janmāṣhṭamī par bachchō̃ kō achchhī rīti samjhānā hai .

67So, you children have to explain about Janamashtmi very well.

66Anēk bār murlī bhī chalī huī hai .

68So many murlis have been spoken about this.

67Bachchō̃ kō vichār sāgar manthan karnā hai , tab hī points nikalē̃gī .

69You children have to churn the ocean of this knowledge; only then will points emerge.

68Bhāṣhaṇ karnā hai tō savērē uṭhkar likhnā chāhiē , phir paṛhnā chāhiē .

70If you want to give a lecture, then wake up early in the morning and write it down, and then read it through.

69Bhūlī huī points phir add karnī chāhiē .

71The points you forgot should be added.

70Issē dhārṇā achchhī hōgī phir bhī likhat muāphik sab nahī̃ bōl sakē̃gē . 71Kuchh na kuchh points bhūl jāyēṅgē .

72You will be able to imbibe them well. 73However, not everyone can speak everything that they wrote down; one point or another will be forgotten.

72Tō samjhānā hōtā hai , śhrīkr̥iṣhṇa kaun hai , yah tō wonder of world kā mālik thā .

74Therefore, you have to explain who Shri Krishna was. 75He was the master of the wonder of the world.

73Bhārat hī paradise thā .

76Bharat was Paradise.

74Us paradise kā mālik śhrīkr̥iṣhṇa thā .

77Shri Krishna was the master of that Paradise.

75Ham āpkō sandēśh sunātē haĩ ki śhrīkr̥iṣhṇa ā rahē haĩ .

78We are giving you the message that Shri Krishna is coming.

76Rājyōg bhagvān nē hī sikhāyā hai . 77Ab bhī sikhlā rahē haĩ .

79God Himself taught Raja Yoga and He is teaching us this even now.

78Pavitratā kē liē bhī puruṣhārth karā rahē haĩ , double sirtāj dēvtā banānē kē liē .

80He is enabling us to make effort to become pure in order to make us into double-crowned deities.

79Yah sab bachchō̃ kō smr̥iti mē̃ ānā chāhiē .

81You children should have all of this in your awareness.

80Jinkī practice hōgī vah achchhī rīti samjhā sakē̃gē .

82Those who have practised this will be able to explain very well.

81Śhrīkr̥iṣhṇa K|kē chitra mē̃ bhī likhat baṛī first class hai .

83The writing on Shri Krishna’s picture is first-class.

82Is laṛāī kē bād svarg K|kē dvār khulnē haĩ .

84After this war, the gates to heaven will open.

83Is laṛāī mē̃ jaisē svarg samāyā huā hai .

85Heaven is merged in this war.

84Bachchō̃ kō bhī bahut khuśhī mē̃ rahnā chāhiē , janmāṣhṭamī par manuṣhya kapṛē ādi nayē pahantē haĩ .

86You children should remain in great happiness. 87On the day of Janamashtmi, people wear new clothes, etc.

85Lēkin tum jāntē hō ki abhī ham yah purānā śharīr chhōṛ nayā kañchan śharīr lē̃gē .

88However, you now know that we will leave these old bodies and take new, pure bodies.

86Kañchan kāyā kahtē haĩ nā arthāt sōnē key|kī kāyā .

89It is said: “A completely pure body, that is, a golden body.”

87Ātmā bhī pavitra , śharīr bhī pavitra .

90Souls there are pure and the bodies are also pure.

88Abhī kañchan nahī̃ hai .

91At present they are not pure.

89Number-vār ban rahī hai .

92They are becoming that, numberwise.

90Kañchan banē̃gī hī yād kī yātrā sē .

93They will only become pure by having the pilgrimage of remembrance.

91Bābā jāntē haĩ bahut haĩ jinkō yād karnē kā bhī akla nahī̃ hai .

94Baba knows that there are many who don’t even have the sense to remember Baba.

92Yād kī jab mēhnat karē̃gē tab hī vāṇī jauhardār hōgī .

95It is when you make effort to have remembrance that your words become powerful.

93Abhī vah tākat kahā̃ hai .

96Where is that strength now?

94Yōg hai nahī̃ .

97There isn’t yoga.

95Lakṣhmī-nārāyaṇ bannē key|kī śhakla bhī chāhiē nā .

98Your faces have to show that you are becoming Lakshmi or Narayan.

96Paṛhāī chāhiē .

99You have to study.

97Śhrīkr̥iṣhṇa janmāṣhṭamī par samjhānā bahut sahaj hai .

100It is very easy to explain about Shri Krishna Janamashtmi.

98Śhrīkr̥iṣhṇa kē liē kahtē haĩ śhyām-sundar .

101It is of Shri Krishna that it is said “the ugly and the beautiful one”.

99Śhrīkr̥iṣhṇa kō bhī kālā , nārāyaṇ kō bhī kālā , rām kō bhī kālā banāyā hai .

102They have made Shri Krishna, Narayan and also Rama dark blue.

100Bāp khud kahtē haĩ , mērē bachchē jō pahlē gyān chitā par baiṭh svarg K|kē mālik banē̃ phir kahā̃ chalē gayē .

103The Father Himself says: Where did My children, who first sat on the pyre of this knowledge and became the masters of heaven, go to?

101Kām chitā par baiṭh number-vār girtē chalē āyē .

104They sat on the pyre of lust and continued to fall, numberwise.

102Sr̥iṣhṭi bhī satōpradhān , satō , rajō , tamō bantī hai .

105The world changes from satopradhan, to sato, rajo and tamo.

103Tō manuṣhyō̃ key|kī avasthā bhī aisī hōtī hai .

106Similarly, the stage of human beings also becomes the same.

104Kām chitā par baiṭh sab śhyām arthāt kālē ban gayē haĩ .

107By sitting on the pyre of lust, they have all become ugly.

105Ab maĩ āyā hū̃ sundar banānē .

108I have now come to make everyone beautiful.

106Ātmā kō sundar banāyā jātā hai .

109Souls have to be made beautiful.

107Bābā har ēk key|kī chalan sē samajh jātē haĩ - mansā , vāchā , karmaṇā kaisē chaltē haĩ .

110Baba understands from the behaviour of each one of you what your thoughts, words and actions are.

108Karma kaisē kartē haĩ , ussē patā paṛ jātā hai .

111It is understood from how you act.

109Bachchō̃ key|kī chalan tō baṛī first class hōnī chāhiē .

112The activity of you children should be really first-class.

110Mukh sē sadaiv ratna nikalnē chāhiē .

113Jewels should constantly emerge from your lips.

111Śhrīkr̥iṣhṇa jayantī par samjhānē kā bahut achchhā hai .

114It is very good to explain on the birthday of Shri Krishna.

112Śhyām aur sundar key|kī topic hō .

115Have the topic of “The ugly and the beautiful one”.

113Śhrīkr̥iṣhṇa kō bhī kālā tō nārāyaṇ kō phir rādhē kō bhī kālā kyō̃ banātē haĩ  ?

116Why do they make Shri Krishna dark blue, and Narayan and Radhe dark blue too?

114Śhivliṅg bhī kālā patthar rakhtē haĩ .

117The Shiva lingam is also of dark stone.

115Ab vah kōī kālā thōṛēhī hai .

118However, He is not dark.

116Śhiv hai kyā , aur chīz kyā banātē haĩ .

119Look what Shiva is and how He has been portrayed!

117In bātō̃ kō tum bachchē jāntē hō .

120Only you children understand these things.

118Kālā kyō̃ banātē haĩ - tum is par samjhā sakē̃gē .

121You can explain why they have made Him dark.

119Ab dēkhē̃gē bachchē kyā service kartē haĩ .

122Baba will now see what service you children do.

120Bāp tō kahtē haĩ - yah gyān sab dharm vālō̃ kē liē hai .

123The Father says: This knowledge is for those of all religions.

121Unhō̃ kō bhī kahnā hai bāp kahtē haĩ mujhē yād karō tō tumhārē janma-janmāntar K|kē pāp kaṭ jāyēṅgē .

124You also have to tell them that the Father says: Remember Me and your sins of innumerable births will be cut away.

122Pavitra bannā hai .

125You have to become pure.

123Kiskō bhī tum rākhī bāndh saktē hō .

126You can tie a rakhi on anyone.

124European kō bhī bāndh saktē hō .

127You can tie them on the Europeans as well.

125Kōī bhī hō unkō kahnā hai - bhagvānuvāch , jarūr kōī tan sē kahē̃gē nā .

128Whoever they are, you have to tell them: “These are God's versions. 129He would definitely say this through someone’s body.

126Kahtē haĩ māmēkam yād karō .

130He says: Remember Me alone.

127Dēh K|kē sab dharm chhōṛ apnē kō ātmā samjhō .

131Forget all your bodily religions and consider yourselves to be souls.”

128Bābā kitnā samjhātē haĩ , phir bhī nahī̃ samajhtē haĩ tō bāp samajh jātē haĩ inkī takdīr mē̃ nahī̃ hai .

132Baba explains so much, yet they don’t understand. 133Therefore, the Father understands that it is not in their fortune.

129Yah tō samajhtē hōṅgē śhivbābā paṛhātē haĩ .

134They have to understand that Shiv Baba is teaching them.

130Rath bigar tō paṛhā na sakē̃ , iśhārā dēnā hī bas hai .

135He cannot teach without a chariot. 136It is enough just to give a signal.

131Kōī-kōī bachchō̃ kō samjhānē key|kī practice achchhī hai .

137Some children have a good practice of explaining.

132Bābā-mammā kē liē tō samajhtē hō yah ūñch pad pānē vālē haĩ .

138You understand that Baba and Mama will claim an elevated status.

133Mama bhī service kartī thī nā .

139Mama too used to do service.

134In bātō̃ kō bhī samjhānā hōtā hai .

140These aspects also have to be explained.

135Māyā K|kē bhī anēk prakār K|kē rūp hōtē haĩ .

141There are many forms of Maya.

136Bahut kahtē haĩ hamārē mē̃ mama ātī hai , śhivbābā ātē haĩ parantu naī-naī points tō mukarar tan dvārā hī sunāyēṅgē ki dūsrē kisī dvārā sunāyēṅgē .

142Many say that Mama enters them or that Shiv Baba enters them. 143However, new points will only be given through the chariot that is fixed. 144Or, would they be given through anyone else?

137Yah hō nahī̃ saktā .

145That is not possible.

138Aisē tō bachchiyā̃ bhī bahut prakār key|kī points apnī bhī sunātī haĩ .

146In fact, there are many daughters who share their own points.

139Magazine mē̃ kitnī bātē̃ ātī haĩ .

147In the magazine, there are so many articles.

140Aisē nahī̃ ki mammā-bābā unmē̃ ātē , vah likhvātē haĩ .

148It isn’t that Mama or Baba enters them and dictates that.

141Nahī̃ , bāp tō yahā̃ direct ātē haĩ , tab tō yahā̃ sunnē kē liē ātē hō .

149No, the Father comes here directly; this is why you come here to listen to Him.

142Agar mammā-bābā kōī mē̃ ātē haĩ tō phir vahā̃ hī baiṭh unsē paṛhē̃ .

150If Mama or Baba entered anyone, you would sit there and study with them.

143Nahī̃ , yahā̃ ānē key|kī sabkō kaśhiśh hōtī hai .

151No; everyone feels a pull to come here.

144Dūr rahnē vālō̃ kō aur hī jāstī kaśhiśh hōtī hai .

152Those who live far away are attracted more.

145Tō bachchē janmāṣhṭamī par bhī bahut service kar saktē haĩ .

153Therefore, you children can do a great deal of service on Janamashtmi.

146Śhrīkr̥iṣhṇa kā janm kab huā , yah bhī kiskō patā nahī̃ hai .

154When did Shri Krishna take birth? 155No one knows this.

147Tumhārī ab jhōlī bhar rahī hai tō khuśhī rahnī chāhiē . 148Parantu bābā dēkhtē haĩ khuśhī kōī-kōī mē̃ bilkul hai nahī̃ .

156Your aprons are now being filled. 157Therefore, you should remain happy, but Baba sees that some of you don’t have any happiness at all.

149Śhrīmat par na chalnē kā tō jaisē kasam uṭhā lētē haĩ .

158It is as though they make a vow not to follow shrimat.

150Serviceable bachchō̃ kō tō jaisē service hī service sūjhtī rahēgī .

159Serviceable children will think about service and only service.

151Samajhtē haĩ bābā key|kī service nahī̃ key|kī , kiskō rāstā nahī̃ batāyā tō gōyā ham andhē rahē .

160They think that if they don’t do Baba’s service, that if they don’t show this path to others, it is as though they are blind.

152Yah samajhnē key|kī bāt hai nā .

161These aspects have to be understood.

153Badge mē̃ bhī śhrīkr̥iṣhṇa kā chitra hai , is par bhī tum samjhā saktē hō .

162There is a picture of Shri Krishna on your badge. 163You can use it to explain.

154Kōī sē bhī pūchhō inhō̃ kō kālā kyō̃ dikhāyā hai , batā nahī̃ sakē̃gē .

164Ask anyone why he has been shown as dark blue. 165No one will be able to tell you.

155Śhāstrō̃ mē̃ likh diyā hai rām key|kī strī churāī gaī .

166It is written in that scripture that Rama’s wife was abducted.

156Parantu aisī kōī bāt vahā̃ hōtī nahī̃ .

167However, such things don’t happen there.

157Tum bhāratvāsī hī paristānī thē , ab kabristānī banē haĩ phir gyān chitā par baiṭh daivī guṇ dhāraṇ kar paristānī bantē haĩ .

168Only you people of Bharat were the residents of the land of angels. 169You have now become the residents of the land of death. 170You now sit on the pyre of this knowledge and imbibe divine virtues in order to become the residents of that land of angels.

158Service tō bachchō̃ kō karnī hai . 159Sabkō paigām dēnā hai .

171You children have to do service; give everyone this message.

160Ismē̃ baṛī samajh chāhiē .

172A great deal of understanding is needed for this.

161Itnā naśhā chāhiē - hamkō bhagvān paṛhātē haĩ .

173There has to be a great deal of intoxication that God is teaching us.

162Bhagvān kē sāth rahtē haĩ .

174“We are living with God.

163Bhagvān K|kē bachchē bhī haĩ tō phir ham paṛhtē bhī haĩ .

175We are God’s children and we also study with Him.”

164Boarding mē̃ rahtē haĩ tō phir bāhar kā saṅg nahī̃ lagēgā .

176When you live in a boarding school, you are not coloured by the things of the world outside.

165Yahā̃ bhī school hai nā .

177This too is a school.

166Kriściyan mē̃ phir bhī manners hōtē haĩ abhī tō bilkul no|know manners , tamōpradhān patit haĩ .

178At least Christians have manners, but people here now have no manners and are impure and tamopradhan.

167Dēvtāō̃ kē āgē jākar māthā ṭēktē haĩ .

179They go in front of the deities and bow their heads.

168Kitnī unkī mahimā hai .

180Their praise is so great.

169Satyug mē̃ sabhī K|kē daivī character thē , abhī āsurī character haĩ .

181In the golden age they all had divine characters. 182They now have devilish characters.

170Aisē-aisē tum bhāṣhaṇ karō tō sunkar bahut khuśh hō jāē̃ .

183Give lectures in this way and everyone will become very happy while listening to you.

171Mukh chhōṭā bāt baṛī - yah śhrīkr̥iṣhṇa kē liē kahtē haĩ .

184It is said of Shri Krishna that He is small, yet he talks big.

172Abhī tum kitnī baṛī bātē̃ suntē hō , itnā baṛā bannē kē liē .

185You now listen to great versions in order to become so great.

173Tum rākhī kōī kō bhī bāndh saktē hō .

186You can tie a rakhi on anyone.

174Yah bāp kā paigām tō sabkō dēnā hai .

187Give the Father’s message to everyone.

175Yah laṛāī svarg kā dvār khōltī hai .

188It is through this war that the gates to heaven will open.

176Ab patit sē pāvan bannā hai .

189You now have to become pure from impure.

177Bāp kō yād karnā hai .

190You have to remember the Father.

178Dēhdhārī kō nahī̃ yād karnā hai .

191Do not remember bodily beings.

179Ēk hī bāp sarv key|kī sadgati kartē haĩ .

192Only the one Father grants salvation to everyone.

180Yah hai hī iron aged world .

193This is an iron-aged world.

181Tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ bhī number-vār puruṣhārth anusār dhārṇā hōtī hai , school mē̃ bhī scholarship lēnē kē liē bahut mēhnat kartē haĩ .

194The intellects of you children imbibe this knowledge, numberwise, according to the efforts you make. 195In schools, they make a great deal of effort to claim a scholarship.

182Yahā̃ bhī kitnī baṛī scholarship hai .

196Here, too, there is a very big scholarship to be gained.

183Service bahut hai .

197There is a great deal of service to be done.

184Mātāyē̃ bhī bahut service kar saktī haĩ , chitra bhī sab uṭhāō .

198The mothers can do a great deal of service. 199Use all the pictures.

185Śhrīkr̥iṣhṇa kā kālā , nārāyaṇ kā kālā , rāmachandra kā bhī kālā chitra uṭhāō , śhiv kā bhī kālā . . . . phir baiṭh samjhāō .

200Use the dark blue pictures of Shri Krishna, Narayan, Ramachandra and Shiva, and sit and explain about them.

186Dēvtāō̃ kō kālā kyō̃ kiyā hai  ?

201Why have they made the deities dark blue?

187Śhyām-sundar .

202Explain about the ugly and the beautiful one.

188Śhrīnāth dvārē jāō tō bilkul kālā chitra hai .

203If you go to the Shrinath Temple, you can see completely dark pictures.

189Tō aisē-aisē chitra ikaṭṭhē karnē chāhiē .

204Therefore, collect such pictures.

190Apnā bhī dikhānā chāhiē .

205You can also show your own (Baba’s) pictures.

191Śhyām-sundar kā arth|earth samjhākar kahō ki tum bhī ab rākhī bāndh , kām chitā sē utar gyān chitā par baiṭhē̃gē tō gōrā ban jāyēṅgē .

206Explain the meaning of the ugly and the beautiful one and tell them: “You should now have a rakhi tied. 207Step down from the pyre of lust. 208By sitting on the pyre of knowledge, you will become beautiful.”

192Yahā̃ bhī tum service kar saktē hō .

209You can also do service here.

193Bhāṣhaṇ bahut achchhī rīti kar saktē hō ki inhō̃ kō kālā kyō̃ kiyā hai  !

210You can give very good lectures about why the deities have been portrayed as dark blue.

194Śhivliṅg kō bhī kālā kyō̃ kiyā hai  !

211Why has the Shiva lingam been shown dark?

195Sundar aur śhyām kyō̃ kahtē haĩ , ham samjhāyē̃ .

212We will explain why it is said, “The beautiful and the ugly one”.

196Ismē̃ kōī nārāz nahī̃ hōgā .

213No one will become upset by this.

197Service tō bahut sahaj hai .

214Service is very easy to do.

198Bāp tō samjhātē rahtē haĩ - bachchē , achchhē guṇ dhāraṇ karō , kul kā nām bālā karō .

215The Father continues to explain: Children, imbibe virtues well. 216Glorify the name of your clan.

199Tum jāntē hō abhī ham ūñch tē ūñch brāhmaṇ kul K|kē haĩ .

217You know that you now belong to the highest-on-high Brahmin clan.

200Phir rākhī bandhan kā arth|earth tum kōī kō bhī samjhā saktē hō .

218So you can explain to anyone the meaning of tying a rakhi.

201Vēśhyāō̃ kō bhī samjhākar rākhī bāndh saktē hō .

219You can also explain to prostitutes and tie rakhis on them too.

202Chitra bhī sāth mē̃ hō̃ .

220Keep the pictures with you.

203Bāp kahtē haĩ māmēkam yād karō - yah pharmān mānnē sē tum gōrē ban jāyēṅgē .

221The Father says: Remember Me alone. 222By obeying this order, you will become beautiful.

204Bahut yuktiyā̃ haĩ .

223There are many methods.

205Kōī bhī nārāz nahī̃ hōgā .

224No one will become upset.

206Kōī bhī manuṣhya mātra kiskī sadgati kar nahī̃ saktē sivāē ēk K|kē .

225No one but the One can grant salvation to anyone.

207Bhal rākhī bandhan kā din na hō , kabhī bhī rākhī bāndh saktē hō .

226Even if it is not the occasion of Rakhi, you can still tie a rakhi on someone at any time.

208Yah tō arth|earth samajhnā hai .

227The meaning of that has to be understood.

209Rākhī jab chāhē tab bāndhī jā saktī hai .

228A rakhi can be tied whenever you want.

210Tumhārā dhandhā hī yah hai .

229This is your business.

211Bōlō , bāp kē sāth pratigyā karō .

230Tell them to make a promise to the Father.

212Bāp kahtē haĩ māmēkam yād karō tō pavitra ban jāyēṅgē .

231Tell them: “The Father says: Remember Me alone and you will become pure.”

213Masjid mē̃ bhī jākar tum unkō samjhā saktē hō . 214Ham rākhī bāndhnē kē liē āyē haĩ . 215Yah bāt tumkō bhī samajhnē kā hak hai .

232You can even go to the mosques and explain to them that you have come to tie a rakhi on them and that they also have a right to understand this matter.

216Bāp kahtē haĩ mujhē yād karō tō pāp kaṭ jāyēṅgē , pāvan ban pāvan duniyā kā mālik ban jāyēṅgē .

233The Father says: Remember Me and your sins will be cut away. 234Become pure and you will become the masters of the pure world.

217Abhī tō patit duniyā hai nā .

235This world is now impure.

218Golden age thī jarūr , ab iron age hai .

236There definitely was the golden age. 237It is now the iron age.

219Tumkō golden age mē̃ khudā kē pās nahī̃ jānā hai  ?

238Do you not want to go to Khuda in the golden age?

220Aisē sunāō tō jhaṭ ākar charaṇō̃ par paṛē̃gē .

239Tell them in this way and they will quickly come and fall at your feet.

221Achchhā .

240Achcha.

222Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

241To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

223Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

242The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

224Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

243Essence for dharna:

2251 ) gyān ratnō̃ K|kē sāgar sē jō avināśhī gyān ratna prāpt hō rahē haĩ , unkī value rakhnī hai .

2441. Have value for the imperishable jewels of this knowledge that you attain from the Ocean of the jewels of this knowledge.

226Vichār sāgar manthan kar svayã mē̃ gyān ratna dhāraṇ karnē haĩ .

245Churn the ocean of this knowledge and imbibe these jewels yourself.

227Mukh sē sadaiv ratna nikālnē haĩ .

246Let jewels constantly emerge from your lips.

2282 ) yād kī yātrā mē̃ rahkar vāṇī kō jauhardār banānā hai .

2472. Stay on the pilgrimage of remembrance and make your words powerful.

229Yād sē hī ātmā kañchan banē̃gī isliē yād karnē kā akla sīkhnā hai .

248It is only by having remembrance that your soul will become pure. 249Therefore, imbibe the wisdom to have remembrance.

Blessing

230Vardān  : mērēpan K|kē sūkṣhma svarūp kā bhī tyāg karnē vālē sadā nirbhay , bēphikar bādśhāh bhav

250Blessing: May you renounce any subtle form of the consciousness of “mine” and thereby become a constantly fearless and carefree emperor.

231Āj key|kī duniyā mē̃ dhan bhī hai aur bhay bhī hai .

251In today’s world, there is wealth and also fear.

232Jitnā dhan utnā hī bhay mē̃ hī khātē , bhay mē̃ hī sōtē haĩ .

252The more wealth they have, the more they eat and sleep in fear.

233Jahā̃ mērāpan hai vahā̃ bhay jarūr hōgā .

253Where there is any consciousness of “mine”, there will definitely be fear.

234Kōī sōnā hiraṇ bhī agar mērā hai tō bhay hai .

254Even if a golden deer is “mine,” there is fear.

235Lēkin yadi mērā ēk śhivbābā hai tō nirbhay ban jāyēṅgē .

255However, if you say: “Mine is one Shiv Baba”, then you will become fearless.

236Tō sūkṣhma rūp sē bhī mērē-mērē kō check karkē uskā tyāg karō tō nirbhay , bēphikar bādśhāh rahnē kā vardān mil jāyēgā .

256So, check any subtle form of this “mine, mine” and renounce it and you will then receive the blessing of being fearless and a carefree emperor.

Slogan

237Slōgan  : dūsrō̃ K|kē vichārō̃ kō sammān dō - tō āpkō sammān svataḥprāpt hōgā .

257Slogan: Give regard to the ideas of others and you will automatically receive respect.

258*** Om Shanti ***

238Avyakt iśhārē - sahajyōgī bannā hai tō paramātma pyār K|kē anubhavī banō

259Avyakt Signals: In order to be an easy yogi, become experienced in God’s love.

239Ēk taraph bēhad kā vairāgya hō , dūsrī taraph bāp K|kē samān bāp K|kē lav|love mē̃ lavlīn rahō , ēk second aur ēk saṅkalp bhī is lavlīn avasthā sē nīchē nahī̃ āō .

260On the one hand, let there be unlimited disinterest and on the other hand, remain absorbed in the Father’s love, like the father. 261Do not come down from this stage for even a second or with even one thought.

240Aisē lavlīn bachchō̃ kā saṅgaṭhan hī bāp kō pratyakṣha karēgā .

262Only a gathering of such children who are absorbed in love will reveal the Father.

241Āp nimitt ātmāyē̃ pavitra prēm aur apnī prāptiyō̃ dvārā sabhī kō śhrēṣhṭh pālnā dō , yōgya banāō arthāt yōgī banāō .

263You instrument souls have to give everyone the elevated sustenance of pure love and attainments and make them worthy, that is, make them yogi.