बुधवार 20 अगस्त 2025 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

020-08-2025 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

020/08/25 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - śhrīmat par chal sabkō mukti-jīvanmukti pānē kā rāstā batāō , sārā din yahī dhandhā kartē rahō ' '

1Essence: Sweet children, follow shrimat and show everyone the way to attain liberation and liberation-in-life. 2Continue to do this business throughout the day.

Question

2Praśhna  : bāp nē kaun-sī sūkṣhma bātē̃ sunāī haĩ jō bahut samajhnē kī haĩ  ?

3Question: What subtle things has the Father told you which you have to understand very clearly?

Answer

3Uttar  : satyug amarlōk hai , vahā̃ ātmā ēk chōlā badal dūsrā lētī hai lēkin mr̥ityu kā nām nahī̃ isliē usē mr̥ityulōk nahī̃ kahā jātā .

4Answer: 1) The golden age is a land of immortality. 5There, a soul leaves one costume and takes another. 6However, there is no mention of death, and this is why it is not called a land of death.

42 . śhivbābā key|kī bēhad rachnā hai , brahmā key|kī rachnā is samay sirph tum brāhmaṇ hō .

72) Shiv Baba's creation is unlimited, whereas only you Brahmins are the creation of Brahma at this time.

5Trimūrti śhiv kahē̃gē , trimūrti brahmā nahī̃ .

8One can say "Trimurti Shiva” but not "Trimurti Brahma".

6Yah sab bahut sūkṣhma bātē̃ bāp nē sunāī haĩ .

9The Father has explained all of these subtle things to you.

7Aisī-aisī bātō̃ par vichār kar buddhi kē liē svayã hī bhōjan taiyār karnā hai .

10Think about all of these things and prepare your own food for your intellect.

Murli

8Ōm śhānti .

11Om shanti.

9Trimūrti śhiv bhagvānuvāch .

12Trimurti God Shiva speaks.

10Ab vō lōg trimūrti brahmā kahtē haĩ .

13Those people speak of Trimurti Brahma.

11Bāp kahtē haĩ - trimūrti śhiv bhagvānuvāch .

14The Father says: Trimurti God Shiva speaks.

12Trimūrti brahmā bhagvānuvāch nahī̃ kahtē .

15It is not said: Trimurti God Brahma speaks.

13Tum trimūrti śhiv bhagvānuvāch kah saktē hō .

16You can say: Trimurti God Shiva speaks.

14Vō lōg tō śhiv-śhaṅkar kah milā dētē haĩ .

17Those people have mixed Shiva and Shankar together.

15Yah tō sīdhā hai .

18This is very clear.

16Trimūrti brahmā kē badlē trimūrti śhiv bhagvānuvāch .

19It is not Trimurti Brahma, but Trimurti God Shiva who speaks.

17Manuṣhya tō kah dētē - śhaṅkar āṅkh khōltē haĩ tō vināśh hō jātā hai .

20People say that when Shankar opens his eye, destruction takes place.

18Yah sab buddhi sē kām liyā jātā hai .

21All of that has to be understood with your intellects.

19Tīn kā hī mukhya part hai .

22Only the three have a main part.

20Brahmā aur viṣhṇu kā tō baṛā part hai 84 janmō̃ kā .

23Brahma and Vishnu have a big part of 84 births.

21Viṣhṇu kā aur prajāpitā brahmā kā arth|earth bhī samjhā hai , part hai in tīn kā .

24You have understood the meaning of Vishnu and Prajapita Brahma. 25Only these three have parts.

22Brahmā kā tō nām gāyā huā hai ādi dēv , Adam .

26The name "Brahma" has also been remembered as Adi Dev and Adam.

23Prajāpitā kā mandir bhī hai .

27There is a temple to Prajapita.

24Yah hai viṣhṇu kā athavā kr̥iṣhṇa kā antim 84 vā̃ janm , jiskā nām brahmā rakhā hai .

28This is the final and 84th birth of Vishnu, that is, of Krishna, who is now named Brahma.

25Siddha tō karnā hī hai - brahmā aur viṣhṇu .

29Brahma and Vishnu have to be clarified.

26Ab brahmā kō tō adopted kahē̃gē .

30Brahma is said to have been adopted.

27Yah dōnō̃ bachchē haĩ śhiv K|kē .

31Both of them are children of Shiva.

28Vāstav mē̃ bachchā ēk hai .

32Actually, there is only one child.

29Hisāb karē̃gē tō brahmā hai śhiv kā bachchā .

33If you look at it, Brahma is the child of Shiva.

30Bāp aur dādā .

34They are Bap and Dada.

31Viṣhṇu kā nām hī nahī̃ ātā .

35There is no mention of Vishnu.

32Prajāpitā brahmā dvārā śhivbābā sthāpanā kar rahē haĩ . 33Viṣhṇu dvārā sthāpanā nahī̃ karātē .

36Shiv Baba is carrying out this establishment through Prajapita Brahma, not through Vishnu.

34Śhiv K|kē bhī bachchē haĩ , brahmā K|kē bhī bachchē haĩ . 35Viṣhṇu K|kē bachchē nahī̃ kah saktē . 36Na lakṣhmī-nārāyaṇ kō hī bahut bachchē hō saktē haĩ .

37Shiv Baba has children and Brahma Baba also has children, but you cannot say that Vishnu has children, nor can Lakshmi and Narayan have many children.

37Yah hai buddhi kē liē bhōjan .

38This is food for your intellects.

38Āpēhī bhōjan banānā chāhiē .

39You have to prepare your own food.

39Sabsē jāstī part kahē̃gē viṣhṇu kā .

40The longest part can be said to be Vishnu's.

4084 janmō̃ kā virāṭ rūp bhī viṣhṇu kā dikhātē haĩ , na ki brahmā kā .

41The variety-form image of 84 births that they show belongs to Vishnu, not Brahma.

41Virāṭ rūp viṣhṇu kā hī banātē haĩ kyōṅki pahlē-pahlē prajāpitā brahmā kā nām dhartē haĩ .

42The variety-form image that is created is of Vishnu. 43Although they mention Prajapita Brahma's name first, he only has a short part.

42Brahmā kā tō bahut thōṛā part hai isliē virāṭ rūp viṣhṇu kā dikhātē haĩ . 43Chaturbhuj bhī viṣhṇu kā banā dētē .

44This is why the variety-form image that is shown is Vishnu's. 45Even the four-armed image that they have created is of Vishnu.

44Vāstav mē̃ yah alaṅkār tō tumhārē haĩ .

46In fact, those ornaments belong to you.

45Yah bhī baṛī samajhnē key|kī bātē̃ haĩ .

47These matters have to be understood.

46Kōī manuṣhya samjhā na sakē .

48No human beings can explain those matters.

47Bāp nayē-nayē tarīkē sē samjhātē rahtē haĩ .

49The Father continues to explain to you in many new ways.

48Bāp kahtē haĩ trimūrti śhiv bhagvānuvāch right hai nā .

50The Father says: To say "Trimurti God Shiva speaks" is right.

49Viṣhṇu , brahmā aur śhiv . 50Ismē̃ bhī prajāpitā brahmā hī bachchā hai .

51Vishnu, Brahma and Shiva: in this, only Prajapita Brahma is the child.

51Viṣhṇu kō bachchā nahī̃ kahē̃gē .

52Vishnu would not be called the child.

52Bhal creation kahtē haĩ parantu rachnā tō brahmā key|kī hōgī nā .

53Although they speak of creation, the creation would be of Brahma.

53Jō phir bhinn nām rūp lētī hai .

54The creation then happens in different names and forms.

54Mukhya part tō unkā hai .

55That One's part is the main one.

55Brahmā kā part bhī bahut thōṛā hai is samay kā .

56Brahma's part at this time is very small.

56Viṣhṇu kā kitnā samay rājya hai  !

57For how long does Vishnu's kingdom continue?

57Sārē jhāṛ kā bīj rūp hai śhivbābā .

58Shiv Baba is the Seed of the whole tree.

58Unkī rachnā kō sāligrām kahē̃gē .

59His creation are called saligrams.

59Brahmā key|kī rachnā kō brāhmaṇ-brāhmaṇiyā̃ kahē̃gē .

60Brahma's creation are called Brahmins.

60Ab jitnī śhiv key|kī rachnā hai utnī brahmā key|kī nahī̃ .

61Brahma's creation isn't as large as Shiva's.

61Śhiv key|kī rachnā tō bahut hai . 62Sabhī ātmāyē̃ unkī aulād haĩ .

62Shiva's creation is very large; all souls are His children.

63Brahmā key|kī rachnā tō sirph tum brāhmaṇ hī bantē hō .

63Only you Brahmins are Brahma's creation.

64Had mē̃ ā gayē nā .

64You become limited.

65Śhivbābā kī hai bēhad key|kī rachnā - sabhī ātmāyē̃ .

65Shiv Baba's creation is of all souls; it is unlimited.

66Bēhad key|kī ātmāō̃ kā kalyāṇ kartē haĩ .

66He benefits an unlimited number of souls.

67Brahmā dvārā svarg key|kī sthāpanā kartē haĩ .

67He establishes heaven through Brahma.

68Tum brāhmaṇ hī jākar svargvāsī banē̃gē .

68You Brahmins then go and reside in heaven.

69Aur tō kōī kō svargvāsī nahī̃ kahē̃gē , nirvāṇavāsī athavā śhāntidhām vāsī tō sab bantē haĩ .

69No one else can be called residents of heaven. 70Everyone else becomes a resident of Nirvana or the land of peace.

70Sabsē ūñch service śhivbābā key|kī hōtī hai . 71Sabhī ātmāō̃ kō lē jātē haĩ .

71The highest service is Shiv Baba's: He takes all souls back with Him.

72Sabhī kā part alag-alag hai .

72Each one's part is separate.

73Śhivbābā bhī kahtē haĩ mērā part alag hai .

73Shiv Baba says: My part too is separate.

74Sabkā hisāb-kitāb chuktū karāē tumkō patit sē pāvan banāē lē jātā hū̃ .

74I enable all of you to settle your accounts; I make you pure from impure and take you back home.

75Tum yahā̃ mēhnat kar rahē hō pāvan bannē kē liē .

75You are making effort here in order to become pure.

76Dūsrē sab kayāmat K|kē samay hisāb-kitāb chuktū kar jāyēṅgē .

76All others will settle their accounts at the time of settlement and return home.

77Phir muktidhām mē̃ baiṭhē rahē̃gē .

77They will remain seated in the land of liberation.

78Sr̥iṣhṭi kā chakra tō phirnā hai .

78The world cycle has to continue to turn.

79Tum bachchē brahmā dvārā brāhmaṇ ban phir dēvtā ban jātē hō .

79You children become Brahmins through Brahma and then become deities.

80Tum brāhmaṇ śhrīmat par sēvā kartē hō .

80You Brahmins are doing service by following shrimat.

81Sirph manuṣhyō̃ kō rāstā batātē hō - mukti aur jīvanmukti kō pānā hai tō aisē pā saktē hō .

81You simply show human beings the path by saying: If you want to attain liberation and liberation-in-life, you can do that in this way.

82Dōnō̃ chābī hāth mē̃ haĩ .

82You have the keys to both in your hands.

83Yah bhī jāntē hō kaun-kaun mukti mē̃ , kaun-kaun jīvanmukti mē̃ jāyēṅgē .

83You also know who will go into liberation and who will go into liberation-in-life.

84Tumhārā sārā din yahī dhandhā hai .

84Just do this business throughout the day.

85Kōī anāj ādi kā dhandhā kartē haĩ tō buddhi mē̃ sārā din vahī rahtā hai .

85When someone is running a grocery shop, he has that in his intellect throughout the day.

86Tumhārā dhandhā hai rachnā K|kē ādi-madhy-ant kō jānnā aur kiskō mukti-jīvanmukti kā rāstā batānā .

86Your business is to know the beginning, the middle and the end of creation and to show others the way to liberation and liberation-in-life.

87Jō is dharm K|kē hōṅgē vah nikal āyēṅgē .

87Those who belong to this religion will emerge.

88Aisē bahut dharm K|kē haĩ jō badal nahī̃ saktē .

88There are many of other religions who don't change their own religion.

89Jaisē iṅgalō kriściyan kālē hōtē haĩ .

90Rūp tō nahī̃ badaltā hai .

91Sirph aisē badal dēgē .

92Aisē nahī̃ ki features badal jātē haĩ .

93Sirph dharm kō mān lētē haĩ .

94Kaī bauddh dharm kō māntē haĩ kyōṅki dēvī-dēvtā dharm tō prāyaḥ lōp hai nā .

89Some would take up the Buddhist religion because the deity religion has disappeared.

95Ēk bhī aisā nahī̃ jō kahē ham ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm K|kē haĩ .

90Not a single person now says that he belongs to the original eternal deity religion.

96Dēvtāō̃ K|kē chitra kām mē̃ ātē haĩ , ātmā tō avināśhī hai , vah kabhī martī nahī̃ .

91The pictures of the deities are very useful. 92Souls are imperishable; they never die.

97Ēk śharīr chhōṛ phir dūsrā lēkar part bajātī hai .

93A soul sheds a body and takes another and continues to play his part.

98Unkō mr̥ityulōk nahī̃ kahā jātā .

94That world cannot be called a land of death.

99Vah hai hī amarlōk .

95That is a land of immortality.

100Chōlā sirph badaltī hai .

96Souls just change their costumes.

101Yah bātē̃ baṛī sūkṣhma samajhnē kī haĩ .

97These are very subtle matters and have to be understood.

102Muṭṭā ( thōk ) nahī̃ hai .

98These are not gross things.

103Jaisē śhādī hōtī hai tō kinkō rēzgārī , kinkō muṭṭā dētē haĩ .

99When people marry, some receive everything retail and others receive things wholesale.

104Kōī sab dikhākar dētē haĩ , kōī band pēṭī hī dētē haĩ .

100Some give everything openly and others give everything locked in a suitcase.

105Kisma-kisma K|kē hōtē haĩ .

101There are all types of people.

106Tumkō tō varsā miltā hai muṭṭā , kyōṅki tum sab brides hō .

102You all receive a wholesale inheritance because all of you are brides.

107Bāp hai bridegroom .

103The Father is the Bridegroom.

108Tum bachchō̃ kō śhrr̥iṅgār kar viśhva kī bādśhāhī muṭṭē mē̃ dētē haĩ .

104He decorates you children and gives you the wholesale sovereignty of the world.

109Viśhva kā mālik tum bantē hō .

105You become the masters of the world.

110Mukhya bāt hai yād kī .

106The main thing is remembrance.

111Gyān tō bahut sahaj hai .

107This knowledge is very easy.

112Bhal hai tō sirph alpha kō yād karnā . 113Parantu vichār kiyā jātā hai yād hī jhaṭ khisak jātī hai .

108When you think about it, it is just a question of remembering Alpha, but it is remembrance that instantly slips away.

114Bahut karkē kahtē haĩ bābā yād bhūl jātī hai .

109Generally, many say that they forget Baba.

115Tum kiskō bhī samjhāō tō hamēśhā yād akṣhar bōlō .

110Whenever you explain to others, always use the word "remembrance".

116Yōg akṣhar wrong hai .

111The word "yoga" is wrong.

117Teacher kō student key|kī yād rahtī hai .

112A teacher remembers his students.

118Father hai supreme soul .

113The Father is the Supreme Soul.

119Tum ātmā supreme nahī̃ hō . 120Tum hō patit .

114You souls are not supreme; you are impure.

121Ab bāp kō yād karō .

115Now remember the Father.

122Teacher kō , bāp kō , gurū kō yād kiyā jātā hai .

116One’s teacher, father and guru are remembered.

123Gurū lōg baiṭh śhāstra sunāyēṅgē , mantra dēgē .

117Gurus sit and relate scriptures and give mantras.

124Bābā kā mantra ēk hī hai - manmanābhav .

118Baba only has one mantra: Manmanabhav!

125Phir kyā hōgā  ?

119What happens then?

126Madhyājī bhav .

120Madhyajibhav!

127Tum viṣhṇupurī mē̃ chalē jāyēṅgē .

121You will then go to the land of Vishnu.

128Tum sab tō rājā-rānī nahī̃ banē̃gē .

122Not all of you will become kings or queens.

129Rājā-rānī aur prajā hōtī hai .

123There are the king, the queen and the subjects.

130Tō mukhya hai trimūrti .

124The main thing is the Trimurti.

131Śhivbābā kē bād hai brahmā jō phir manuṣhya sr̥iṣhṭi arthāt brāhmaṇ rachtē haĩ .

125After Shiv Baba, there is Brahma who creates the human world, that is, he creates Brahmins.

132Brāhmaṇō̃ kō baiṭh phir paṛhātē haĩ .

126He sits here and teaches Brahmins.

133Yah naī bāt hai nā .

127This is something new.

134Tum brāhmaṇ-brāhmaṇiyā̃ bahan-bhāī ṭhaharē .

128You Brahmins are brothers and sisters.

135Buṛhē bhī kahē̃gē ham bhāī-bahan haĩ .

129Elderly people also say: We are brothers and sisters.

136Yah andar mē̃ samajhnā hai . 137Kiskō phāltū aisē kahnā nahī̃ hai .

130This is something to be understood internally and not just to be said unnecessarily.

138Bhagvān nē prajāpitā brahmā dvārā sr̥iṣhṭi rachī tō bhāī-bahan huē nā . 139Jabki ēk prajāpitā brahmā K|kē bachchē haĩ , yah samajhnē key|kī bātē̃ haĩ .

131God created the world through Prajapita Brahma and, since you are all children of Prajapita Brahma, all of you have become brothers and sisters. 132These things have to be understood.

140Tum bachchō̃ kō tō baṛī khuśhī hōnī chāhiē - hamkō paṛhātē kaun haĩ  ?

133You children should have a lot of happiness about who it is that is teaching you.

141Śhivbābā . 142Trimūrti śhiv .

134Shiv Baba, Trimurti Shiva.

143Brahmā kā bhī bahut thōṛā samay part hai .

135Brahma's part lasts for a very short time.

144Viṣhṇu kā satyugī rājdhānī mē̃ 8 janm part chaltā hai .

136Vishnu's part lasts for eight births in the golden-aged kingdom.

145 ( 8 gaddiyā̃ chaltī haĩ ) brahmā kā tō ēk hī janm kā part hai .

137Brahma has a part for just one birth.

146Viṣhṇu kā part baṛā kahē̃gē .

138Therefore, Vishnu's part is said to be longer.

147Trimūrti śhiv hai mukhya .

139Trimurti Shiva is the main One.

148Phir ātā hai brahmā kā part jō tum bachchō̃ kō viṣhṇupurī kā mālik banātē haĩ .

140Then there is the part of Brahma who makes you children into the masters of the land of Vishnu.

149Brahmā sē brāhmaṇ sō phir dēvtā bantē haĩ .

141You Brahmins are created through Brahma. 142You then become deities.

150Tō yah hō gayā alaukik father .

143Therefore, this one is your spiritual father.

151Thōṛā samay yah father hai jiskō ab māntē haĩ .

144This father in whom you now believe only exists for a short time.

152Ādi dēv , Adam aur bībī .

145He is called Adi Dev, Adam and Eve.

153Inkē bigar sr̥iṣhṭi kaisē rachē̃gē .

146How could the world be created without him?

154Ādi dēv aur ādi dēvī hai nā .

147There are Adi Dev and Adi Devi.

155Brahmā kā part bhī sirph saṅgam samay kā hai .

148The part of Brahma only exists at the confluence age.

156Dēvtāō̃ kā part tō phir bhī bahut chaltā hai .

149The deities’ parts last a lot longer.

157Dēvtāyē̃ bhī sirph satyug mē̃ kahē̃gē .

150The deities are said to exist in only the golden age.

158Trētā mē̃ kṣhatriya kahā jātā .

151In the silver age they are called warriors.

159Yah baṛī guhya-guhya points miltī haĩ .

152These points that you receive are very deep.

160Sab tō ēk hī samay varṇan nahī̃ kar saktē .

153You can't speak about all of them at the same time.

161Vah trimūrti brahmā kahtē haĩ . 162Śhiv kō uṛā diyā hai .

154They speak of Trimurti Brahma; they have removed Shiva.

163Ham phir trimūrti śhiv kahtē haĩ .

155We speak of Trimurti Shiva.

164Yah chitra ādi sab haĩ bhakti mārg K|kē .

156All of those pictures etc. belong to the path of devotion.

165Prajā rachtē haĩ brahmā dvārā phir tum dēvtā bantē hō .

157People are created through Brahma. 158You are becoming deities.

166Vināśh K|kē samay natural calamities bhī ātī hai .

159At the time of destruction, there are natural calamities.

167Vināśh tō hōnā hī hai , kaliyug kē bād phir satyug hōgā .

160Destruction has to take place; after the iron age there will be the golden age.

168Itnē sab śharīrō̃ kā vināśh tō hōnā hī hai .

161All of these bodies are going to be destroyed.

169Sab kuchh practical mē̃ chāhiē nā .

162Everything has to happen in a practical way.

170Sirph āṅkh khōlnē sē thōṛēhī hō saktā .

163It doesn't happen just by him opening his eye.

171Jab svarg gum hōtā hai tō us samay bhī earthquake ādi hōtī haĩ .

164At the time when heaven disappears, there are also earthquakes etc.

172Tō kyā us samay bhī śhaṅkar āṅkh aisē mīcatē haĩ .

165Is it that Shankar blinks his eye at that time?

173Gātē haĩ nā dvārikā athavā laṅkā pānī kē nīchē chalī gaī .

166It is remembered that Dwaraka and Lanka went beneath the water.

174Ab bāp samjhātē haĩ - maĩ āyā hū̃ pattharbuddhiyō̃ kō pārasbuddhi banānē .

167The Father now explains: I have come to change those with stone intellects into those with divine intellects.

175Manuṣhya pukārtē haĩ - hē patit-pāvan āō , ākar pāvan duniyā banāō .

168People call out: O Purifier, come. 169Come and purify the world.

176Parantu yah nahī̃ samajhtē haĩ ki abhī kaliyug hai iskē bād satyug āyēgā .

170However, they don't understand that it is now the iron age and that the golden age will come after that.

177Tum bachchō̃ kō khuśhī mē̃ nāchnā chāhiē .

171You children should dance in happiness.

178Barrister ādi imtahān pās|pass kartē haĩ tō andar mē̃ khyāl kartē haĩ nā - ham paisē kamāyēṅgē , phir makān banāyēṅgē .

172When a barrister passes his exams, he has thoughts inside such as: Now I will earn money and build a house.

179Yah karē̃gē .

173I will do this.

180Tō tum abhī sachchī kamāī kar rahē hō .

174You are now earning a true income.

181Svarg mē̃ tumkō sab kuchh nayā māl milēgā .

175In heaven, everything you receive is new.

182Khyāl karō sōmnāth kā mandir kyā thā  !

176Just think about what the Somnath Temple would be like.

183Ēk mandir tō nahī̃ hōgā .

177There wouldn't be just one temple.

184Us mandir kō 2500 varṣh huā .

178The temple is now 2500 years old.

185Banānē mē̃ time tō lagā hōgā .

179It would have taken time to build it.

186Pūjā kī hōgī uskē bād phir vah lūṭkar lē gayē .

180They would have performed worship in that temple, and it would then have been looted.

187Phauran tō nahī̃ āyē hōṅgē .

181It wouldn't have been looted as soon as it was built.

188Bahut mandir hōṅgē .

182There would have been many temples.

189Pūjā kē liē baiṭh mandir banāyē haĩ .

183They built temples in order to perform worship.

190Abhī tum jāntē hō bāp kō yād kartē-kartē ham golden age mē̃ chalē jāyēṅgē .

184You know that, by remembering the Father, you will go to the golden age.

191Ātmā pavitra ban jāyēgī .

185You souls will become pure.

192Mēhnat karnī paṛtī hai .

186You do have to make effort.

193Mēhnat bigar kām nahī̃ chalēgā .

187Nothing works without effort being made.

194Gāyā bhī jātā hai - second mē̃ jīvanmukti .

188"Liberation-in-life in a second" has been remembered.

195Parantu aisē thōṛēhī mil jātī hai , yah samjhā jātā hai - bachchē banē̃gē tō milēgī jarūr .

189However, one cannot receive it just like that; it is understood that if you become a child, you definitely do receive it.

196Tum abhī mēhnat kar rahē hō muktidhām mē̃ jānē kē liē .

190You are now making effort to go to the land of liberation.

197Bāp kī yād mē̃ rahnā paṛtā hai .

191You have to stay in remembrance of the Father.

198Din-pratidin bāp tum bachchō̃ kō refine buddhi banātē haĩ .

192Day by day, the Father is refining the intellects of you children.

199Bāp kahtē haĩ tumkō bahut-bahut guhya bātē̃ sunātā hū̃ .

193The Father says: I tell you very deep things.

200Āgē thōṛēhī yah sunāyā thā ki ātmā bhī bindī hai , paramātmā bhī bindī hai .

194Earlier, you were not told that souls are points and that the Supreme Soul is also a point.

201Kahē̃gē pahlē kyō̃ nahī̃ yah batāyā .

195You might ask why you were not told that earlier.

202Drama mē̃ nahī̃ thā .

196It was not in the drama.

203Pahlē hī tumkō yah sunāyē̃ tō tum samajh na sakō .

197If that had been told to you in the beginning, you wouldn't have understood anything.

204Dhīrē-dhīrē samjhātē rahtē haĩ .

198Everything is explained to you gradually.

205Yah hai rāvaṇ rājya .

199This is the kingdom of Ravan.

206Rāvaṇ rājya mē̃ sab dēh-abhimānī ban jātē haĩ .

200Everyone becomes body conscious in the kingdom of Ravan.

207Satyug mē̃ hōtē haĩ ātma-abhimānī . 208Apnē kō ātmā jāntē haĩ .

201Everyone in the golden age is soul conscious: they know themselves to be souls.

209Hamārā śharīr baṛā huā hai , ab yah chhōṛkar phir chhōṭā lēnā hai .

202When their bodies become fully mature, they understand that they have to renounce them and take other small ones.

210Ātmā kā śharīr pahlē chhōṭā hōtā hai phir baṛā hōtā hai .

203A soul first has a small body which then grows.

211Yahā̃ tō kōī key|kī kitnī āyu , kōī key|kī kitnī .

204Everyone here is a different age.

212Kōī key|kī akālē mr̥iityu hō jātī hai .

205Some experience untimely death.

213Kōī-kōī key|kī 125 varṣh key|kī bhī āyu hōtī hai . 214Tō bāp samjhātē haĩ tumkō khuśhī bahut hōnī chāhiē - bāp sē varsā lēnē key|kī .

206Some live to the age of 125. So the Father explains: You should have a lot of happiness about receiving your inheritance from the Father.

215Gandharvī vivāh kiyā yah kōī khuśhī key|kī bāt nahī̃ , yah tō kamzōrī hai .

207To have a pure marriage is not something to be happy about; it is in fact a weakness.

216Kumārī agar kahē ham pavitra rahnā chāhtē haĩ tō kōī mār thōṛēhī saktē haĩ .

208If a girl says that she wants to remain pure, no one can force her.

217Gyān cum|kam hai tō ḍartē haĩ . 218Chhōṭī kumārī kō bhī agar kōī mārē , khūn ādi nikalē tō pulis mē̃ report karē tō uskī bhī sazā mil saktī hai .

209However, when she has little this knowledge, she would be afraid. 210If a young girl is beaten badly, she can report it to the police who would then deal with the case.

219Jānvar kō bhī agar kōī mārtē haĩ tō un par case hōtā hai , daṇḍ paṛtā hai .

211When people kill animals, a case is brought against them and they are punished.

220Tum bachchō̃ kō bhī mār nahī̃ saktē .

212No one can beat you children.

221Kumār kō bhī mār nahī̃ saktē .

213No one can beat kumars either.

222Vah tō apnā kamā saktē haĩ . 223Śharīr nirvāh kar saktē haĩ .

214They can earn their own money; they can earn their own livelihood.

224Pēṭ kōī jāstī nahī̃ khātā hai - ēk manuṣhya kā pēṭ 4-5 rūpayā , ēk manuṣhya kā pēṭ 400-500 rūpayā .

215The stomach doesn't need a lot. 216One person's stomach only needs four to five rupees whereas someone else's needs 400 to 500 rupees.

225Paisā bahut hai tō habach hō jātī hai .

217When some people have a lot of money, they become greedy.

226Garībō̃ kō paisē hī nahī̃ tō habach bhī nahī̃ .

218The poor don't even have money, so they are not greedy.

227Vah sūkhī rōṭī mē̃ hī khuśh hōtē haĩ .

219They are happy with the dry chappatis they have.

228Bachchō̃ kō jāstī khān-pān K|kē haṅgāmē̃ mē̃ bhī nahī̃ jānā chāhiē .

220You children should not give too much importance to food.

229Khānē kā śhauk nahī̃ rahnā chāhiē .

221You shouldn't be too interested in eating good things.

230Tum jāntē hō vahā̃ hamē̃ kyā nahī̃ milēgā  !

222You know that there is nothing you will not receive there.

231Bēhad key|kī bādśhāhī , bēhad kā sukh miltā hai .

223You receive an unlimited kingdom and unlimited happiness.

232Vahā̃ kōī bīmārī ādi hōtī nahī̃ .

224There are no illnesses etc. there.

233Health wealth happiness sab rahtā hai .

225You have health, wealth and happiness; you have everything there.

234Buṛhāpā bhī vahā̃ bahut achchhā rahtā .

226You remain very well there even in old age.

235Khuśhī rahtī hai . 236Kōī prakār key|kī taklīph nahī̃ rahtī hai .

227You have great happiness; there is no type of difficulty.

237Prajā bhī aisī bantī hai .

228The subjects too are like that.

238Parantu aisē bhī nahī̃ - achchhā , prajā tō prajā hī sahī .

229However, don't think that it is fine if you just become a subject.

239Phir tō aisē hōṅgē jaisē yahā̃ K|kē bhīl .

230In that case, it would be like the natives here.

240Sūryavanśhī lakṣhmī-nārāyaṇ bannā hai tō phir itnā puruṣhārth karnā chāhiē .

231If you want to become like the sun-dynasty Lakshmi and Narayan, you also have to make that much effort.

241Achchhā  !

232Achcha.

242Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

233To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

243Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

234The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

244Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

235Essence for dharna:

2451 ) ham brahmā key|kī naī rachnā āpas mē̃ bhāī-bahan haĩ , yah andar samajhnā hai kisī kō kahnē key|kī darkār nahī̃ .

2361. We, the new creation of Brahma, are brothers and sisters; this has to be understood internally. 237There is no need to speak about it to others.

246Sadā isī khuśhī mē̃ rahnā hai ki hamē̃ śhivbābā paṛhātē haĩ .

238Constantly maintain the happiness that Shiv Baba is teaching you.

2472 ) khān-pān K|kē haṅgāmē̃ mē̃ jāstī nahī̃ jānā hai .

2392. Don't give too much importance to food and drink.

248Habach ( lālach ) chhōṛ bēhad bādśhāhī K|kē sukhō̃ kō yād karnā hai .

240Renounce greed and remember the happiness of the unlimited sovereignty.

Blessing

249Vardān  : anēk prakār key|kī pravr̥itti sē nivr̥itt hōnē vālē naṣhṭōmōhā smr̥iti svarūp bhav

241Blessing: May you become a conqueror of attachment and an embodiment of remembrance by becoming free from your many types of “household”.

250Sva key|kī pravr̥itti , daivī parivār key|kī pravr̥itti , sēvā key|kī pravr̥itti , had K|kē prāptiyō̃ key|kī pravr̥itti in sabhī sē naṣhṭōmōhā arthāt nyārā bannē kē liē bāpdādā K|kē snēh rūp kō sāmnē rakh smr̥iti svarūp banō .

242To be a conqueror of attachment to the “household” of yourself, the “household” of the divine family, the “household” of service and the “household” of limited attainments means that in order for you to become detached, you should keep BapDada’s loving form in front of you and become an embodiment of remembrance.

251Smr̥iti svarūp bannē sē naṣhṭōmōhā svataḥ ban jāyēṅgē .

243By becoming an embodiment of remembrance, you will automatically become a conqueror of attachment.

252Pravr̥itti sē nivr̥itt hōnā arthāt maĩ pan kō samāpt kar naṣhṭōmōhā bannā .

244To be free from all types of “household” means to finish the consciousness of “I” and to become a conqueror of attachment.

253Aisē naṣhṭōmōhā bannē vālē bachchē bahutkāl K|kē puruṣhārth sē bahutkāl K|kē prālabdh key|kī prāpti K|kē adhikārī banē̃gē .

245You children, who become conquerors of attachment in this way, will claim a right to a reward for a long period of time by making effort for a long period of time.

Slogan

254Slōgan  : kamal fool|phūl samān nyārē rahō tō prabhū kā pyār miltā rahēgā .

246Slogan: Remain as detached as a lotus flower and you will continue to receive God’s love.

247*** Om Shanti ***

255Avyakt iśhārē - sahajyōgī bannā hai tō paramātma pyār K|kē anubhavī banō

248Avyakt Signals: In order to be an easy yogi, become experienced in God’s love.

256Jō number one parvānē haĩ unkō svayã kā arthāt is dēh-bhān kā , din-rāt kā , bhūkh aur pyās kā , apnē sukh K|kē sādhanō̃ kā , ārām kā , kisī bhī bāt kā ādhār nahī̃ .

249Those who are number one moths do not have any awareness of themselves. 250This means they have no body consciousness, whether it is day or night, whether they are hungry or thirsty, of the facilities for their happiness or comfort, they are not dependant on anything at all.

257Vē|way sab prakār key|kī dēh key|kī smr̥iti sē khōyē huē arthāt nirantar śhamā K|kē lav|love mē̃ lavlīn rahtē haĩ .

251They are completely lost to all types of awareness of their bodies, that is, they remain constantly merged in love for the Flame.

258Jaisē śhamā jyōti-svarup hai , light might rūp hai , vaisē śhamā K|kē samān svayã bhī light-might rūp ban jātē haĩ .

252Just as the Flame is a form of light, a form of light and might, in the same way, like the Flame, they themselves become forms of light and might.