शनिवार 23 अगस्त 2025 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
023-08-2025 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
023/08/25 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - bāp āyē haĩ tumhārā gyān ratnō̃ sē śhrr̥iṅgār kar vāpas ghar lē jānē , phir rājāī mē̃ bhēj dēgē tō apār khuśhī mē̃ rahō , ēk bāp sē hī pyār karō ' '
1Essence: Sweet children, the Father has come to decorate you with the jewels of this knowledge and take you back home with Him. 2He will then send you to your kingdom. 3Therefore, remain in the limitless happiness of this. 4Have love for only the one Father.
Question
2Praśhna : apnī dhārṇā kō majbūt ( pakkā ) banānē kā ādhār kyā hai ?
5Question: What is the basis of making your dharna strong?
Answer
3Uttar : apnī dhārṇā kō majbūt banānē kē liē sadaiv yah pakkā karō ki āj K|kē din jō pās|pass huā achchhā huā phir kalp kē bād hōgā .
6Answer: In order to make your dharna strong, make it constantly firm within yourselves that whatever happened today was good and that it will happen again after a cycle.
4Jō kuchh huā kalp pahlē bhī aisē huā thā , nothing new .
7Whatever has happened also happened a cycle ago; nothing new!
5Yah laṛāī bhī 5 hazār varṣh pahlē lagī thī , phir lagēgī jarūr .
8This war took place 5000 years ago and it will definitely take place again.
6Is bhambhōr kā vināśh hōnā hī hai … aisē her|har pal drama key|kī smr̥iti mē̃ rahō tō dhārṇā majbūt hōtī jāyē .
9This haystack has to be destroyed. 10Constantly remain aware of the drama in this way and your dharna will continue to become strong.
Song
7Gīt : dūrdēśh kā rahnē vālā …
11Song: The Resident of the faraway land has come to the foreign land.
Murli
8Ōm śhānti .
12Om shanti.
9Bachchē pahlē bhī dūrdēśh sē parāyē dēśh mē̃ āyē haĩ .
13You children also previously came from that faraway land into this foreign land.
10Ab is parāyē dēśh mē̃ duḥkhī haĩ isliē pukārtē haĩ apnē dēśh ghar lē chalō .
14You are now unhappy in this foreign land. 15This is why you call out to be taken back to your land, your home.
11Tumhārī pukār hai nā .
16You were the ones who called out.
12Bahut samay sē yād kartē āyē hō tō bāp bhī khuśhī sē ātā hai .
17You have been remembering Him for a long time, and so the Father also comes with great happiness.
13Jāntē haĩ maĩ jātā hū̃ bachchō̃ kē pās .
18He knows that He is going to His children.
14Jō bachchē kām chitā par baiṭh jal gayē haĩ unhō̃ kō apnē ghar bhī lē āū̃ aur phir rājāī mē̃ bhēj dū̃ .
19I will take the children who have been burnt by sitting on the pyre of lust back home with Me and send them to their kingdom.
15Uskē liē gyān sē śhrr̥iṅgār bhī karū̃ .
20I am decorating you with this knowledge for that.
16Bachchē bhī bāp sē jāstī khuśh hōnē chāhiē .
21You children should be even happier than the Father.
17Bāp jabki āyē haĩ tō unkā ban jānā chāhiē .
22Since the Father has come, you should belong to Him.
18Unkō bahut lav|love karnā chāhiē .
23You should love Him a great deal.
19Bābā rōz samjhātē haĩ , ātmā bāt kartī hai nā . 20Bābā 5 hazār varṣh bād drama anusār āp āyē haĩ , hamkō bahut khuśhī kā khazānā mil rahā hai .
24Baba explains to you every day. 25It is the soul that speaks: “Baba, You have come after 5000 years, according to the drama. 26We are receiving treasures of great happiness.
21Bābā āp hamārī jhōlī bhar rahē haĩ , hamkō apnē ghar śhāntidhām mē̃ lē chaltē haĩ phir rājdhānī mē̃ bhēj dēgē .
27Baba, You are filling our aprons. 28You are taking us back to our home, the land of peace, and you will then send us to our kingdom.”
22Kitnī apār khuśhī hōnī chāhiē .
29Therefore, there should be such limitless happiness.
23Bāp kahtē haĩ hamkō is parāī rājdhānī mē̃ hī ānā hai .
30The Father says: I have to come to this foreign kingdom.
24Bāp kā baṛā mīṭhā aur wonderful part hai . 25Khās jabki is parāyē dēśh mē̃ āyē haĩ .
31The Father’s part is very sweet and wonderful and especially so when He comes into this foreign land.
26Yah bātē̃ tum abhī hī samajhtē hō phir yah gyān prāyaḥ lōp hō jātā hai .
32Only you now understand these aspects. 33This knowledge will then disappear; there is no need for it there.
27Vahā̃ darkār hī nahī̃ rahtī .
34Baba says: You have become so senseless.
28Bābā kahtē haĩ tum kitnē bēsamajh ban gayē hō .
35Although you are actors in this drama, you don’t know the Father.
29Drama kā actor hōtē huē bhī bāp kō nahī̃ jāntē ! 30Jō bāp hī karankarāvanhār hai , kyā kartē kyā karātē - yah bhūl gayē hō .
36You have forgotten the Father who is Karankaravanhar and you have forgotten what He does and what He inspires you to do.
31Sārī purānī duniyā kō heaven banānē ātē haĩ aur gyān dētē haĩ .
37He comes to make this entire old world into heaven and to give you this knowledge.
32Vah gyān kā sāgar hai tō jarūr gyān dēnē kā kartavya karē̃gē nā .
38He is the Ocean of Knowledge. 39Therefore, He definitely carries out the task of giving this knowledge.
33Phir tumsē karātē bhī haĩ ki aurō̃ kō bhī message dō ki bāp sabkē liē kahtē haĩ ki ab dēh kā bhān chhōṛ mujhē yād karō tō vikarma vināśh hōṅgē .
40He also inspires you to do the same: Give everyone the message that the Father says to everyone: Renounce the consciousness of your body and remember Me and your sins will be absolved.
34Maĩ śhrīmat dētā hū̃ .
41I am giving you shrimat.
35Pāp ātmāyē̃ tō sab haĩ .
42All are sinful souls.
36Is samay sārā jhāṛ tamōpradhān , jaṛjaṛībhūt avasthā kō pāyā huā hai .
43At this time the whole tree is tamopradhan; it has reached the stage of total decay.
37Jaisē bāns K|kē jaṅgal kō āg lag jātī hai tō ēkdam sārā hī jalkar khatm hō jātā .
44When fire breaks out in a bamboo jungle, everything is completely burnt and destroyed.
38Jaṅgal mē̃ pānī kahā̃ sē āyēgā jō āg kō bujhāvē̃ .
45Where would you find water in a jungle to put out a fire?
39Yah jō bhī purānī duniyā hai unkō āg lag jāyēgī .
46This old world is also to be set on fire.
40Bāp kahtē haĩ - nothing new .
47The Father says: Nothing new!
41Bāp achchhī-achchhī points dētē rahtē haĩ jō note karnī chāhiē .
48The Father continues to give you very good points, which you should note down.
42Bāp nē samjhāyā hai aur dharm sthāpak sirph apnā dharm sthāpan karnē ātē haĩ , unkō paigambar vā messenger ādi kuchh bhī nahī̃ kah saktē .
49The Father has explained that all other founders of religions simply come to establish their own religions. 50They cannot be called prophets or messengers, etc.
43Yah bhī baṛā yukti sē likhnā hai .
51This has to be written with great tact.
44Śhivbābā bachchō̃ kō samjhā rahē haĩ - bachchē tō sab haĩ all brothers .
52Shiv Baba explains to the children: All are children, all are brothers.
45Tō har ēk chitra mē̃ , har ēk likhat mē̃ yah jarūr likhnā hai - śhivbābā aisē samjhātē haĩ .
53On every picture and piece of written material you must definitely write: Shiv Baba explains this.
46Bāp kahtē haĩ - bachchē , maĩ ākar satyugī ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm key|kī sthāpanā kartā hū̃ , jismē̃ 100 pratiśhat sukh-śhānti-pavitratā sab hai isliē unkō heaven kahā jātā hai .
54The Father says: Children, I have come to establish the golden-aged, eternal deity religion, which has one hundred percent happiness, peace and purity. 55This is why it is called heaven.
47Vahā̃ duḥkh kā nām nahī̃ hai .
56There is no name or trace of sorrow there.
48Bākī jō bhī sab dharm haĩ un sabkā vināśh karānē nimitt bantā hū̃ .
57However, I become the instrument to inspire the destruction of all the other religions.
49Satyug mē̃ hōtā hī ēk dharm hai .
58In the golden age, there is just the one religion.
50Vah hai naī duniyā .
59That is a new world.
51Purānī duniyā kō khatm karātā hū̃ .
60I inspire this old world to be destroyed.
52Aisā dhandhā tō aur kōī nahī̃ kartē haĩ .
61No one else does this business.
53Kahā jātā hai śhaṅkar dvārā vināśh .
62It is said that destruction takes place through Shankar.
54Viṣhṇu bhī lakṣhmī-nārāyaṇ hī haĩ .
63Vishnu is the dual-form of Lakshmi and Narayan.
55Prajāpitā brahmā bhī tō yahā̃ hai .
64Prajapita Brahma also exists here.
56Yahī patit sē pāvan phariśhtā bantē haĩ isliē phir brahmā dēvtā kahā jātā hai . 57Jissē dēvī-dēvtā dharm sthāpan hōtā hai .
65He is changing from an impure human to a pure angel. 66This is why it is said: "The deity Brahma through whom the deity religion is established."
58Yah bābā bhī dēvī-dēvtā dharm kā pahlā prince bantā hai .
67This Baba becomes the first prince of the deity religion.
59Tō brahmā dvārā sthāpanā , śhaṅkar dvārā vināśh .
68Therefore, establishment takes place through Brahma and destruction takes place through Shankar.
60Chitra tō dēnē paṛē nā .
69The pictures have to be displayed.
61Samjhānē kē liē yah chitra banāyē haĩ .
70These pictures have been created for them to be explained.
62Inkē arth|earth kā kōī kō bhī patā nahī̃ hai .
71No one knows the meaning of them.
63Svadarśhan chakradhārī kā bhī samjhāyā - parampitā paramātmā sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant kō jāntē haĩ .
72The meaning of the discus of self-realisation has also been explained to you. 73The Supreme Father, the Supreme Soul, knows the beginning, the middle and the end of the world.
64Unmē̃ sārā gyān hai tō svadarśhan chakradhārī ṭhaharē nā .
74He has all the knowledge. 75Therefore, He is the Spinner of the discus of self-realisation.
65Jāntē haĩ ham hī yah gyān sunātē haĩ .
76He knows that only He can give you this knowledge.
66Bābā tō aisē nahī̃ kahē̃gē ki mujhē kamal fool|phūl samān bannā hai .
77Baba would not say that He has to become like a lotus flower.
67Satyug mē̃ tum kamal fool|phūl samān hī rahtē hō .
78In the golden age, you live like lotus flowers.
68Sãyāsiyō̃ kē liē yah nahī̃ kahē̃gē . 69Vah tō jaṅgal mē̃ chalē jātē haĩ .
79This isn’t said of sannyasis; they go off into the forests.
70Bāp bhī kahtē haĩ pahlē vah pavitra satōpradhān hōtē haĩ . 71Bhārat kō thamātē haĩ , pavitratā K|kē bal sē .
80The Father also says that they were pure and satopradhan at first; they supported Bharat with their power of purity.
72Bhārat jaisā pavitra dēśh kōī hōtā hī nahī̃ .
81There is no other land as pure as Bharat was.
73Jaisē bāp key|kī mahimā hai vaisē bhārat key|kī bhī mahimā hai .
82Just as there is praise of the Father, so there is praise of Bharat.
74Bhārat heaven thā , yah lakṣhmī-nārāyaṇ rājya kartē thē phir kahā̃ gayē .
83When Lakshmi and Narayan used to rule Bharat, it was heaven. 84Where did they then go?
75Yah abhī tum jāntē hō aur kiskī buddhi mē̃ thōṛēhī hōgā ki yah dēvtāyē̃ hī 84 janma lē phir pujārī bantē haĩ .
85Only you know this. 86It doesn’t enter anyone else’s intellect that those deities became worshippers while taking 84 births.
76Abhī tumkō sārā gyān hai , ham abhī pūjya dēvī-dēvtā bantē haĩ phir pujārī manuṣhya banē̃gē .
87You now have full knowledge of how you are becoming worthy-of-worship deities and how you will then become worshippers, ordinary human beings.
77Manuṣhya tō manuṣhya hī hōtā hai .
88Human beings are human beings.
78Yah jō chitra kisma-kisma K|kē banātē haĩ , aisē kōī manuṣhya hōtē nahī̃ .
89There are no different types of human beings like those in the pictures they have created.
79Yah sab bhakti mārg K|kē ḍhēr chitra haĩ .
90All of those pictures belong to the path of devotion.
80Tumhārā gyān tō hai gupta .
91Your knowledge is incognito.
81Yah gyān sab nahī̃ lē̃gē .
92Not everyone will take this knowledge.
82Jō is dēvī-dēvtā dharm K|kē pattē hōṅgē vahī lē̃gē .
93Only those who are the leaves of this deity tree will take this knowledge.
83Bākī jō aurō̃ kō mānnē vālē haĩ vah sunē̃gē nahī̃ .
94Those who believe in others will not listen to this knowledge.
84Jō śhiv aur dēvtāō̃ key|kī bhakti kartē haĩ vahī āyēṅgē .
95Only those who worship Shiva and the deities will come here.
85Pahlē-pahlē mērī bhī pūjā kartē haĩ phir pujārī ban apnī bhī pūjā kartē haĩ .
96First of all, they worship Me and then, when they become worshippers, they even worship themselves.
86Tō ab khuśhī hōtī hai ki ham pūjya sē pujārī banē , ab phir pūjya bantē haĩ .
97Therefore, you now have the happiness that, having become worshippers from being worthy of worship, you are now once again becoming worthy of worship.
87Kitnī khuśhiyā̃ manātē haĩ .
98People celebrate with so much happiness.
88Yahā̃ tō alpkāl kē liē khuśhī manātē haĩ .
99The happiness with which people celebrate here is only temporary.
89Vahā̃ tō tumkō sadaiv khuśhī rahtī hai .
100There, you have constant happiness.
90Dīpmālā ādi lakṣhmī kō bulānē kē liē nahī̃ hōtī hai .
101Deepmala is not really for invoking Lakshmi.
91Dīpmālā hōtī hai coronation par .
102Deepmala takes place at the coronation.
92Bākī is samay jō utsav manāyē jātē haĩ vah vahā̃ hōtē nahī̃ .
103None of the festivals that are celebrated now exist there.
93Vahā̃ tō sukh hī sukh hai .
104There, there is happiness and only happiness.
94Yah ēk hī samay hai jabki tum ādi-madhy-ant kō jāntē hō .
105This is the only time when you know the beginning, the middle and the end.
95Yah sab points likhō .
106Write down all of these points.
96Sãyāsiyō̃ kā hai haṭhyōg . 97Yah hai rājyōg .
107Sannyasis have hatha yoga, whereas this is Raja Yoga.
98Bābā kahtē haĩ ēk-ēk pēz mē̃ jahā̃-tahā̃ śhivbābā kā nām jarūr hō .
108The Father says: On every page, you must definitely write Shiv Baba’s name somewhere.
99Śhivbābā ham bachchō̃ kō samjhātē haĩ .
109Shiv Baba is explaining to us children.
100Nirākār ātmāyē̃ ab sākār mē̃ baiṭhī haĩ .
110All the incorporeal souls sitting here are in their corporeal forms.
101Tō bāp bhī sākār mē̃ samjhāyēṅgē nā .
111Therefore, the Father also has to explain through a corporeal form.
102Vah kahtē haĩ apnē kō ātmā samajh mujhē yād karō .
112He says: Consider yourselves to be souls and remember Me.
103Śhiv bhagvānuvāch bachchō̃ prati .
113God Shiva speaks to you children.
104Khud yahā̃ present hai nā .
114He Himself is present here.
105Mukhya-mukhya point kitāb mē̃ aisī clear likhī huī hō jō paṛhnē sē āpēhī gyān ā jāē .
115The main points should be written down in a book so clearly that anyone who reads it will automatically understand this knowledge.
106Śhiv bhagvānuvāch hōnē sē paṛhnē mē̃ mazā ā jāyēgā .
116Because these are the versions spoken by God Shiva, they will enjoy reading them.
107Yah buddhi kā kām hai nā .
117This is something for intellects to do.
108Bābā bhī śharīr kā loan lēkar phir sunātē haĩ nā , inkī ātmā bhī suntī hai .
118Baba has to take a body on loan in order to give you this knowledge. 119This soul is also listening.
109Bachchō̃ kō naśhā bahut rahnā chāhiē .
120You children should have a great deal of intoxication.
110Bāp par bahut lav|love hōnā chāhiē .
121There should be great love for the Father.
111Yah tō unkā rath hai , yah bahut janmō̃ K|kē ant kā janm hai .
122This is His chariot. 123This is the last of this one’s many births.
112Inmē̃ pravēśh kiyā hai .
124He has entered this one.
113Brahmā dvārā yah brāhmaṇ bantē haĩ phir manuṣhya sē dēvtā bantē haĩ .
125You become Brahmins through Brahma and you then change from ordinary humans into deities.
114Chitra kitnā clear hai .
126This picture is so clear.
115Bhal apnā bhī chitra dō ūpar mē̃ vā bājū mē̃ double sirtāj vālā .
127Keep a photograph of yourself and, above it or next to it, also have a double-crowned photograph of yourself.
116Yōgbal sē ham aisē bantē haĩ .
128We are becoming like that through the power of yoga.
117Ūpar mē̃ śhivbābā .
129Shiv Baba is up above.
118Unkō yād kartē-kartē manuṣhya sē dēvtā ban jātē haĩ .
130By remembering Him, we change from ordinary humans into deities.
119Bilkul clear hai .
131This is absolutely clear.
120Raṅgīn chitra kā kitāb aisā hō jō manuṣhya dēkhkar khuśh hō jāē̃ .
132You should have a book with coloured illustrations, so that people become happy when they see them.
121Unsē phir kuchh halkē bhī chhapā saktē hō garībō̃ kē liē .
133Have some printed that are not too expensive for the poor.
122Baṛē sē chhōṭā , chhōṭē sē chhōṭā kar saktē hō , rahasya usmē̃ ā jāē .
134You can reduce the size of the pictures by first making them small and then even smaller, as long as the significance in them is included.
123Gītā K|kē bhagvān vālā chitra hai mukhya .
135The picture of the God of the Gita is the main one.
124Us gītā par kr̥iṣhṇa kā chitra , us gītā par trimūrti kā chitra hōnē sē manuṣhyō̃ kō samjhānē mē̃ sahaj hōtā hai .
136Have the picture of Krishna on their Gita and the picture of Trimurti Shiva on our Gita and it will be easy to explain to others.
125Prajāpitā brahmā K|kē bachchē brāhmaṇ yahā̃ haĩ .
137Brahmins, the children of Prajapita Brahma, exist here.
126Prajāpitā brahmā sūkṣhmavatan mē̃ tō hō nahī̃ saktā .
138Prajapita Brahma cannot exist in the subtle region.
127Kahtē haĩ brahmā dēvtāē namaḥ , viṣhṇu dēvtāē namaḥ ab dēvtā kaun ṭhaharē !
139They say, “Salutations to the deity Brahma, Salutations to the deity Vishnu”, but who are deities?
128Dēvtāyē̃ tō yahā̃ rājya kartē thē .
140Deities used to rule here.
129Deityism tō hai nā .
141There used to be deityism.
130Tō yah sab achchhī rīti samjhānā paṛtā hai .
142You have to explain all of these things very clearly.
131Brahmā sō viṣhṇu , viṣhṇu sō brahmā dōnō̃ yahā̃ haĩ .
143Brahma becomes Vishnu, and Vishnu becomes Brahma. 144Both are here.
132Chitra hai tō samjhāyā jā saktā hai .
145You have the pictures. 146Therefore, you can explain them.
133Pahlē-pahlē alpha kō siddh karō tō sab bātē̃ siddha hō jāyēṅgī .
147First of all, prove who Alpha is and everything else will then be proved.
134Points tō bahut haĩ aur sab dharm sthāpan karnē ātē haĩ .
148You have many points to explain. 149All others come to establish their own religions.
135Bāp tō sthāpanā aur vināśh dōnō̃ karātē haĩ .
150The Father inspires both establishment and destruction.
136Hōtā hai sab drama anusār hī .
151Of course, everything happens according to the drama.
137Brahmā bōl saktē , viṣhṇu bōl saktē haĩ ?
152Brahma can speak, but can Vishnu speak?
138Sūkṣhmavatan mē̃ kyā bōlē̃gē .
153What could he say in the subtle region?
139Yah sab samajhnē key|kī bātē̃ haĩ .
154All of these matters have to be understood.
140Yahā̃ tum samajhkar phir transfer hōtē hō , ūpar class mē̃ .
155When you understand all of these things here, you are then transferred to a higher class.
141Kamrā hī dūsrā miltā hai . 142Mūlvatan mē̃ kōī baiṭh tō nahī̃ jānā hai .
156You then go to another classroom; you are not just going to stay in the incorporeal world.
143Phir vahā̃ sē number-vār ānā hōtā hai .
157You then have to come down, numberwise.
144Pahlē-pahlē mūl bāt ēk hī hai us par zōr dēnā chāhiē . 145Kalp pahlē bhī aisē huā thā .
158There is just one foremost point that has to be emphasised: It happened like this a cycle ago too.
146Yah seminar ādi bhī aisē hī kalp pahlē huē thē .
159Such seminars, etc. also took place a cycle ago.
147Aisī points nikalī thī .
160Such points also emerged then.
148Āj kā din jō pās|pass huā achchhā huā phir kalp bād aisē hī hōgā .
161Whatever happens today is good and it will happen again after a cycle.
149Aisē-aisē apnī dhārṇā kartē pakkē hōtē jāō .
162Become strong by continuing to imbibe in this way.
150Bābā nē kahā thā magazine mē̃ bhī ḍālō - yah laṛāī lagī , nothing new . 1515 hazār varṣh pahlē bhī aisē huā thā .
163Baba has told you to print in the magazines: The war that will take place is nothing new; it also took place 5000 years ago.
152Yah bātē̃ tum hī samajhtē hō .
164Only you understand these things.
153Bāhar vālē samajh na sakē .
165People outside cannot understand these things.
154Sirph kahē̃gē bātē̃ tō wonderful haĩ .
166They simply say: “These are wonderfulthings.
155Achchhā , kabhī jākar samajh lē̃gē .
167Achcha, we will come back at some time to understand them.”
156Śhiv bhagvānuvāch bachchō̃ prati .
168“God Shiva speaks to the children.”
157Aisē-aisē akṣhar hōṅgē tō ākar samajhē̃gē bhī .
169When such words are written everywhere, they will come and understand.
158Nām likhā huā hai prajāpitā brahmākumār-kumāriyā̃ .
170The name Prajapita Brahma Kumars and Kumaris is written here.
159Prajāpitā brahmā sē hī brāhmaṇ rachtē haĩ .
171Brahmins are created through Prajapita Brahma.
160Brāhmaṇ dēvī-dēvtā namaḥ kahtē haĩ nā .
172It is said: Salutations to the Brahmins who are to become deities.
161Kaun sē brāhmaṇ ?
173Which Brahmins?
162Tum brāhmaṇō̃ kō bhī samjhā saktē hō brahmā key|kī aulād kaun haĩ ?
174You can explain to the brahmin priests who the children of Brahma really are.
163Prajāpitā brahmā K|kē itnē bachchē haĩ , tō jarūr yahā̃ adopt hōtē hōṅgē .
175Prajapita Brahma has so many children. 176Therefore, they must definitely have been adopted here.
164Jō apnē kul K|kē hōṅgē vah achchhī rīti samajhē̃gē .
177Those who belong to your clan will understand these things very well.
165Tum tō bāp K|kē bachchē hō gayē .
178You have become the Father’s children.
166Bāp brahmā kō bhī adopt kartē haĩ .
179The Father even adopts Brahma.
167Nahī̃ tō śharīr vālī chīz I|āī|eye kahā̃ sē .
180Otherwise, where would someone with a body emerge from?
168Brāhmaṇ in bātō̃ kō samajhē̃gē , sanyāsī nahī̃ samajhē̃gē .
181Only you Brahmins will understand these things; sannyasis will not.
169Ajmēr mē̃ brāhmaṇ hōtē haĩ aur haridvār mē̃ sanyāsī hī sanyāsī haĩ .
182In Ajmer, there are brahmin priests, whereas in Haridwar, there are just sannyasis everywhere.
170Paṇḍē brāhmaṇ hōtē haĩ . 171Parantu vah tō bhūkhē hōtē haĩ .
183There are brahmin guides, but they are greedy (for money).
172Bōlō tum abhī jismānī paṇḍē hō . 173Ab rūhānī paṇḍē banō .
184Tell them: You are physical guides; now become spiritual guides.
174Tumhārā bhī nām paṇḍā hai .
185You too are called guides.
175Pāṇḍav sēnā kō bhī samajhtē nahī̃ haĩ .
186They don’t understand what “Pandava Army” means.
176Bābā hai pāṇḍavō̃ kā siramaur .
187Baba is the Head of the Pandavas.
177Kahtē haĩ hē bachchē māmēkam yād karō tō vikarma vināśh hōṅgē aur chalē jāyēṅgē apnē ghar .
188He says: Children, constantly remember Me alone and you will be absolved of your sins and go home.
178Phir baṛī yātrā hōgī amarpurī key|kī .
189Then, there will be the huge pilgrimage to the land of immortality.
179Mūlvatan key|kī kitnī baṛī yātrā hōgī .
190The pilgrimage to the incorporeal world will be such a huge one.
180Sabkī sab ātmāyē̃ jāyēṅgī . 181Jaisē makkaṛō̃ kā jhuṇḍ jātā hai nā .
191All souls will fly there like a swarm of insects.
182Makkhiyō̃ key|kī bhī rānī bhāgtī hai tō unkē pichhāṛī sab bhāgtē haĩ .
192When a queen bee goes somewhere, all the other bees follow her.
183Wonder hai nā .
193It is a wonder!
184Sab ātmāyē̃ bhī machchharō̃ misal jāyēṅgī .
194All souls will also go like a swarm of mosquitoes.
185Śhiv key|kī barāt hai nā .
195There is the procession of Shiva.
186Tum sab hō brides . 187Maĩ bridegroom āyā hū̃ sabkō lē jānē .
196All of you are brides and I, the Bridegroom, have come to take you all back home.
188Tum chhī-chhī hō gayē hō isliē śhrr̥iṅgār kar sāth lē jāūṅgā .
197You have become dirty. 198This is why I am decorating you before I take you back home with Me.
189Jō śhrr̥iṅgār nahī̃ karē̃gē tō sazā khāyēṅgē .
199Those who don’t decorate themselves will experience punishment.
190Jānā tō hai hī .
200Everyone has to return home.
191Kāśhī kalvaṭ mē̃ bhī manuṣhya martē haĩ tō second mē̃ kitnī sazāyē̃ bhōg lētē haĩ .
201When people sacrifice themselves at Kashi, they experience so much punishment in just a second.
192Manuṣhya chillātē rahtē haĩ .
202Human beings continue to cry out.
193Yah bhī aisē hai , samajhtē haĩ ham jaisēki janma-janmāntar kā duḥkh sazā bhōg rahā hū̃ .
203It will be the same there. 204They will feel as though they are experiencing the sorrow and punishment of many births.
194Vah duḥkh key|kī feeling aisī hōtī hai . 195Janma-janmāntar K|kē pāpō̃ key|kī sazā miltī hai .
205That feeling of sorrow is such that it is as though you are receiving punishment for the sins of many births.
196Jitnī sazāyē̃ khāyēṅgē utnā pad kam hō jāyēgā isliē bābā kahtē haĩ yōgbal sē hisāb-kitāb chuktū karō .
206The more punishment you experience, the lower the status you claim. 207This is why Baba says: Settle your karmic accounts with the power of yoga.
197Yād sē jamā kartē jāō .
208Continue to accumulate the power of remembrance.
198Knowledge tō bahut sahaj hai .
209This knowledge is very easy.
199Ab her|har karma gyānyukt karnā hai .
210Now perform every act while being accurate in this knowledge.
200Dān bhī pātr kō dēnā hai .
211Donate this knowledge to those who are worthy.
201Pāp ātmāō̃ kō dēnē sē phir dēnē vālē par bhī uskā asar paṛ jātā hai .
212When a donation of money is made to a sinful soul, the one who made the donation is affected.
202Vah bhī pāp ātmāyē̃ ban jātē haĩ .
213He too becomes a sinful soul.
203Aisē kō kabhī nahī̃ dēnā chāhiē , jō us paisē sē jākar phir kōī pāp ādi karē̃ .
214You must never donate money to people who will then go and commit sin with it.
204Pāp ātmāō̃ kō dēnē vālē tō duniyā mē̃ bahut baiṭhē haĩ .
215There are many people in the world ready to give to sinful souls.
205Ab tumkō tō aisā nahī̃ karnā hai .
216Therefore, you must no longer do that.
206Achchhā !
217Achcha.
207Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
218To you sweetest, beloved, long-lost, now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
208Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
219The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
209Dhārṇā kē liē mukhya sār :
220Essence for dharna:
2101 ) abhī her|har karma gyānyukt karnā hai , pātr kō hī dān dēnā hai .
2211. Perform every act while being accurate in this knowledge. 222Only donate to those who are worthy.
211Pāp ātmāō̃ sē ab kōī paisē ādi key|kī lēn-dēn nahī̃ karnī hai .
223Do not have any give and take of money, etc. with sinful souls.
212Yōgbal sē sab purānē hisāb-kitāb chuktū karnē haĩ .
224Settle your past karmic accounts with the power of yoga.
2132 ) apār khuśhī mē̃ rahnē kē liē apnē āpsē bātē̃ karnī hai - bābā , āp āyē haĩ hamē̃ apār khuśhī kā khazānā dēnē , āp hamārī jhōlī bhar rahē haĩ , āpkē sāth pahlē ham śhāntidhām jāyēṅgē phir apnī rājdhānī mē̃ āyēṅgē . . . . . . . .
2252. In order to maintain limitless happiness, talk to yourself: Baba, You have come to give us the treasures of limitless happiness. 226You are filling our aprons. 227We will first go back with You to the land of peace and then to our kingdom.
Blessing
214Vardān : samasyāō̃ kō samādhān rūp mē̃ parivartit karnē vālē viśhva kalyāṇī bhav
228Blessing: May you be a world benefactor and transform problems into solutions.
215Maĩ viśhva kalyāṇī hū̃ - ab is śhrēṣhṭh bhāvnā , śhrēṣhṭh kāmnā K|kē saṅskār emerge karō .
229“I am a world benefactor”. 230Let the elevated sanskar of this elevated feeling or desire now emerge.
216Is śhrēṣhṭh saṅskār kē āgē had K|kē saṅskār svataḥ samāpt hō jāyēṅgē .
231In front of this elevated sanskar, limited sanskars will automatically finish.
217Samasyāyē̃ samādhān K|kē rūp mē̃ parivartit hō jāyēṅgī .
232Problems will be transformed into solutions.
218Ab yuddha mē̃ samay nahī̃ ganvāō lēkin vijayīpan K|kē saṅskār emerge karō .
233Do not now waste your time in battling, but let the sanskars of being victorious emerge.
219Ab sab kuchh sēvā mē̃ lagā dō tō mēhnat sē chhūṭ jāyēṅgē .
234Use everything now for doing service and you will be liberated from having to labour.
220Samasyāō̃ mē̃ jānē kē bajāē dān dō , vardān dō tō sva kā grahaṇ svataḥsamāpt hō jāyēgā .
235Instead of going into problems, give donations, give blessings and your bad omens will automatically finish.
Slogan
221Slōgan : kisī key|kī kamī , kamjōriyō̃ kā varṇan karnē kē bajāē guṇ svarūp banō , guṇō̃ kā hī varṇan karō .
236Slogan: Instead of speaking about anyone’s weaknesses or defects, become an embodiment of virtues and only speak about virtues.
237*** Om Shanti ***
222Avyakt iśhārē - sahajyōgī bannā hai tō paramātma pyār K|kē anubhavī banō
238Avyakt Signals: In order to be an easy yogi, become experienced in God’s love.
223Bāp kā bachchō̃ sē itnā pyār hai jō amr̥itvēlē sē hī bachchō̃ key|kī pālnā kartē haĩ .
239The Father has so much love for you children that He sustains you with love from amrit vela.
224Din kā ārambh hī kitnā śhrēṣhṭh hōtā hai ! 225Svayã bhagvan milan manānē K|kē liyē bulātē haĩ , ruhrihān kartē haĩ , śhaktiyā̃ bhartē haĩ !
240The beginning of the day is so elevated that God Himself calls you to celebrate a meeting with Him, to have a heart-to-heart conversation with you and to fill you with power.
226Bāp key|kī mōhabbat K|kē gīt āpkō uṭhātē haĩ .
241The songs of the Father’s love awaken you in the morning.
227Kitnā snēh sē bulātē haĩ , uṭhātē haĩ - mīṭhē bachchē , pyārē bachchē , āō . . . . . .
242He calls you and awakens you with so much love: Sweet children, lovely children, come!
228Tō is pyār key|kī pālnā kā practical svarūp hai ' sahaj yōgī jīvan ' .
243The practical form of the sustenance of this love is an easy yogi life.