शुक्रवार 29 अगस्त 2025 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
029-08-2025 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
029/08/25 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - apnī safety kē liē vikārō̃ rūpī māyā K|kē chambē ( pañjē ) sē sadā bachkar rahnā hai , dēh-abhimān mē̃ kabhī nahī̃ ānā hai ' '
1Essence: Sweet children, for your own safety, always protect yourself from the claws of Maya, the vices. 2Never become body conscious.
Question
2Praśhna : puṇya ātmā bannē kē liē bāp sabhī bachchō̃ kō kaun-sī mukhya śhikṣhā dētē haĩ ?
3Question: What main teachings does the Father give all of you children so that you can become charitable souls?
Answer
3Uttar : bābā kahtē - bachchē , puṇyātmā bannā hai tō 1 . śhrīmat par sadā chaltē rahō .
4Answer: Baba says: Children, in order to become charitable souls: 1) Constantly continue to follow shrimat.
4Yād kī yātrā mē̃ ġaphlat nahī̃ karō .
5Never become careless about the pilgrimage of remembrance.
52 . ātma-abhimānī bannē kā pūrā-pūrā puruṣhārth kar kām mahāśhatru par jīt prāpt karō .
62) Make full effort to become soul conscious and gain victory over lust, the greatest enemy.
6Yahī samay hai - puṇyātmā ban is duḥkhdhām sē pār sukhdhām mē̃ jānē kā .
7This is the time to become a charitable soul and to leave this land of sorrow and go across to that land of happiness.
Murli
7Ōm śhānti .
8Om shanti.
8Bāp hī rōz bachchō̃ sē pūchhtē haĩ .
9It is the Father who questions you children every day.
9Śhivbābā kē liē aisē nahī̃ kahē̃gē ki bacaṛēvāl hai .
10You wouldn’t say that Shiv Baba has small children.
10Ātmāyē̃ tō anādi haĩ hī .
11Souls exist eternally.
11Bāp bhī hai .
12The Father also exists eternally.
12Is samay jabki bāp aur dādā dōnō̃ haĩ tab hī bachchō̃ key|kī sambhāl karnī hōtī hai .
13It is only at this time, when both Bap and Dada exist, that the children have to be looked after.
13Kitnē bachchē haĩ jinkī sambhāl karnī hōtī hai .
14There are so many of you children who have to be looked after.
14Ēk-ēk kā pōtāmēl rakhnā hōtā hai .
15He has to keep an account of each one.
15Jaisē laukik bāp kō bhī phurnā rahtā hai nā . 16Samajhtē haĩ - hamārā bachchā bhī is brāhmaṇ kul mē̃ ā jāē tō achchhā hai . 17Hamārē bachchē bhī pavitra ban pavitra duniyā mē̃ chalē̃ .
16Just as a physical father is concerned and feels it would be good if his children also became part of this Brahmin clan, so I too feel that My children should become pure and go to the pure world.
18Kahā̃ is purānē māyā K|kē nālē mē̃ bah na jāyē̃ .
17I don't want My children to be swept down into Maya's old gutter.
19Bēhad K|kē bāp kō bachchō̃ kā phurnā rahtā hai .
18The unlimited Father is concerned about His children.
20Kitnē centres haĩ , kis bachchē kō kahā̃ bhējnā hai jō safety mē̃ rahē̃ .
19There are so many centres. 20He knows which children He has to send where for their safety.
21Ājkal safety bhī muśhkil hai .
21Nowadays, it is very difficult to remain safe.
22Duniyā mē̃ kōī bhī safety nahī̃ hai .
22There isn’t any safety in the world.
23Svarg mē̃ tō har ēk key|kī safety hai .
23In heaven, everyone is safe.
24Yahā̃ kōī key|kī safety nahī̃ hai . 25Kahā̃ na kahā̃ vikārō̃ rūpī māyā K|kē chambē mē̃ phans paṛtē haĩ .
24Here, no one is safe; they become trapped somewhere or other in the claws of Maya, the vices.
26Abhī tum ātmāō̃ kō yahā̃ paṛhāī mil rahī hai .
25You souls are now being given these teachings.
27Sat kā saṅg bhī yahā̃ hai .
26It is here that you have the company of the Truth.
28Yahā̃ hī duḥkhdhām sē pār sukhdhām mē̃ jānā hai kyōṅki ab bachchō̃ kō patā paṛā hai duḥkhdhām kyā hai , sukhdhām kyā hai .
27You have to leave this land of sorrow and go across to that land of happiness. 28You children now understand what that land of sorrow is and what that land of happiness is.
29Barōbar abhī duḥkhdhām hai .
29At this time, it is truly a land of sorrow.
30Hamnē pāp bahut kiyē haĩ aur vahā̃ puṇya ātmāyē̃ hī rahtī haĩ .
30We have committed a lot of sins here, whereas, when we are there, we will be charitable souls.
31Hamkō abhī puṇya ātmā bannā hai .
31We now have to become charitable souls.
32Abhī tum har ēk apnē 84 janmō̃ key|kī history-geography jān gayē hō .
32Each of you now knows the history and geography of your 84 births.
33Duniyā mē̃ kōī bhī 84 janmō̃ key|kī history-geography nahī̃ jāntē .
33No one in the world knows the history and geography of 84 births.
34Abhī bāp nē ākar sārī jīvan kahānī samjhāī hai .
34The Father has now come and explained your biographies to you.
35Abhī tum jāntē hō hamē̃ pūrā puṇya ātmā bannā hai - yād kī yātrā sē .
35You now understand that you have to become fully charitable souls by staying on the pilgrimage of remembrance.
36Ismē̃ hī bahut dhōkhā khātē haĩ gaphlat karnē sē .
36It is by being careless in this that you are deceived a great deal.
37Bāp kahtē haĩ is samay ġaphlat achchhī nahī̃ hai .
37The Father says: It is not good to be careless at this time.
38Śhrīmat par chalnā hai .
38You have to follow shrimat.
39Usmē̃ bhī mukhya bāt kahtē haĩ ēk tō yād kī yātrā mē̃ rahō , dūsrā kām mahāśhatru par jīt pānī hai .
39In that too, the main thing that Baba says is: First, stay on the pilgrimage of remembrance, and second, conquer lust, the greatest enemy.
40Bāp kō sab pukārtē haĩ kyōṅki unsē śhānti aur sukh kā varsā miltā hai ātmāō̃ kō .
40Everyone calls out to the Father because souls receive their inheritance of peace and happiness from Him.
41Āgē dēh-abhimānī thē tō kuchh patā nahī̃ paṛtā thā .
41Previously, when you were body conscious, you didn't know anything.
42Abhī bachchō̃ kō ātma-abhimānī banāyā jātā hai .
42You children are now being made soul conscious.
43Nayē kō pahlē-pahlē ēk had K|kē , dūsrā bēhad K|kē bāp kā parichay dēnā hai .
43New ones have to be given the introduction of, firstly, their limited fathers and, secondly, the unlimited Father.
44Bēhad K|kē bāp sē svarg ( bahiśht ) nasīb hōtā hai .
44From the unlimited Father you receive heaven as your fortune.
45Had K|kē bāp sē dōzak ( nark ) nasīb hōtā hai .
45From your limited fathers you receive hell as your fortune.
46Bachchā jab bālig bantā hai tō property kā hakdār bantā hai .
46When a child grows up, he has a right to property.
47Jab samajh ātī hai phir dhīrē-dhīrē māyā K|kē adhīn ban paṛtē haĩ .
47When he develops understanding, he gradually becomes influenced by Maya.
48Vah sab hai rāvaṇ rājya ( vikārī duniyā ) key|kī rasm rivāz .
48All of those customs and systems belong to Ravan's kingdom, this vicious world.
49Abhī tum bachchē jāntē hō yah duniyā badal rahī hai .
49You children know that this world is now to change.
50Is purānī duniyā kā vināśh hō rahā hai .
50This old world is now to be destroyed.
51Ēk gītā mē̃ hī vināśh kā varṇan hai aur kōī śhāstra mē̃ mahābhārat mahābhārī laṛāī kā varṇan nahī̃ hai .
51Destruction is only mentioned in the Gita. 52There is no mention of the Mahabharat War, the Great War, in any other scripture.
52Gītā kā hai hī yah puruṣhōttam saṅgamyug .
53This is the most elevated confluence age of the Gita.
53Gītā kā yug mānā ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm key|kī sthāpanā .
54The age of the Gita means the establishment of the original, eternal deity religion.
54Gītā hai hī dēvī-dēvtā dharm kā śhāstra .
55The Gita is the scripture of the deity religion.
55Tō yah gītā kā yug hai , jabki naī duniyā sthāpan hō rahī hai .
56So, this is the age of the Gita when the new world is being established.
56Manuṣhyō̃ kō bhī badalnā hai . 57Manuṣhya sē dēvtā bannā hai .
57Human beings have to change; they have to change from ordinary human beings into deities.
58Naī duniyā mē̃ jarūr daivī guṇō̃ vālē manuṣhya chāhiē nā .
58Human beings with divine virtues are definitely needed for the new world.
59In bātō̃ kō duniyā nahī̃ jāntī .
59No one in the world knows these things.
60Unhō̃ nē kalp key|kī āyu kā time bahut dē diyā hai .
60They have made the duration of the cycle very long.
61Abhī tum bachchō̃ kō bāp samjhā rahē haĩ - tum samajhtē hō barōbar bābā hamkō paṛhātē haĩ .
61The Father is now explaining to you children and you understand that Baba truly is teaching you.
62Śhrīkr̥iṣhṇa kō kabhī bāp , teacher yā gurū nahī̃ kah saktē .
62Shri Krishna can never be called the Father, Teacher or Guru.
63Śhrīkr̥iṣhṇa teacher hō tō sīkhā kahā̃ sē ?
63If Shri Krishna were the Teacher, from whom did he learn?
64Unkō gyān sāgar nahī̃ kahā jā saktā .
64He cannot be called the Ocean of Knowledge.
65Abhī tum bachchō̃ kō baṛō-baṛō̃ kō samjhānā hai , āpas mē̃ milkar rāy karnī hai ki service key|kī vr̥iddhi kaisē hō .
65You children now have to explain to eminent people. 66Get together and discuss how service can expand.
66Vihaṅg mārga key|kī service kaisē hō .
67How can service become fast?
67Brahmākumāriyō̃ kē liē jō itnā haṅgāmā kartē haĩ phir samajhē̃gē yah tō sachchē haĩ .
68Then, they will understand that the Brahma Kumaris, for whom they create so much trouble, are in fact right.
68Bākī duniyā tō hai jhūṭhī , isliē sach key|kī naīyā kō hilātē rahē̃gē .
69The rest of the world is false, and this is why they continue to rock the boat of truth.
69Tūphān tō ātē haĩ nā .
70Storms do come, do they not?
70Tum naīyā hō jō pār jātī hō .
71You are the boats that go across.
71Tum jāntē hō hamkō is māyāvī duniyā sē pār jānā hai .
72You understand that you have to go across from this world of Maya.
72Sabsē pahlē number mē̃ tūphān ātā hai dēh-abhimān kā .
73The first storm is of body consciousness.
73Vah hai sabsē burā , isnē hī sabkō patit banāyā hai .
74That is the worst storm of all. 75It is that vice that has made everyone impure.
74Tab tō bāp kahtē haĩ kām mahāśhatru hai .
76That is why the Father says: Lust is the greatest enemy.
75Yah jaisē bahut tēz tūphān hai .
77It is a very forceful storm.
76Kōī tō in par jīt pāyē huē bhī haĩ .
78Still, some have conquered it.
77Gr̥ihastha vyavahār mē̃ gayē huē haĩ phir kōśhiśh kartē haĩ bachnē key|kī .
79Others who live at home with their families are still trying to protect themselves from it.
78Kumār-kumāriyō̃ kē liē tō bahut sahaj hai isliē nām bhī gāyā huā hai kanhaiyā .
80This is very easy for kumars and kumaris. 81This is why the name "Kanhaiya" (Lord of the Kumaris) is remembered.
79Itnī kanyāyē̃ jarūr śhivbābā key|kī hōgī .
82So many kumaris must definitely belong to Shiv Baba.
80Dēhdhārī śhrīkr̥iṣhṇa key|kī tō itnī kanyāyē̃ hō na sakē̃ .
83Shri Krishna was a bodily being; He couldn't have had so many kumaris.
81Abhī tum is paṛhāī sē paṭrānī ban rahē hō , ismē̃ pavitratā bhī mukhya chāhiē .
84You are now being made into queens through this study. 85Purity is the principal thing required for this.
82Apnē āpkō dēkhnā hai ki yād kā chart ṭhīk hai ?
86Look at yourself and check that your chart of remembrance is good.
83Bābā kē pās kōī kā 5 ghaṇṭē kā , kōī kā 2-3 ghaṇṭē kā bhī chart ātā hai .
87Baba receives the charts of the children. 88Some have two to three hours of remembrance and some have five hours.
84Kōī tō likhtē hī nahī̃ haĩ . 85Bahut cum|kam yād kartē haĩ .
89Some don't write it at all; they remember Him very little.
86Sabkī yātrā ēkras hō na sakē .
90Not everyone's pilgrimage can be the same.
87Ajun ḍhēr bachchē vr̥iddhi kō pāyēṅgē .
91There will still be many more children to come.
88Har ēk kō apnā chart dēkhnā hai - maĩ kahā̃ tak pad pā sakū̃gā ?
92Each one of you has to check your chart and see to what extent you will be able to claim a status.
89Kahā̃ tak khuśhī hai ?
93To what extent do you have the happiness of that?
90Hamkō sadaiv khuśhī kyō̃ nahī̃ hōnī chāhiē . 91Jabki ūñch tē ūñch bāp K|kē banē haĩ .
94Since you now belong to the highest-on-high Father, why should you not be constantly happy?
92Drama anusār tumnē bhakti bahut kī hai .
95According to the drama, you have perform a lot of devotion.
93Bhaktō̃ kō phal dēnē kē liē hī bāp āyā hai .
96The Father has now come to give the devotees their fruit.
94Rāvaṇ rājya mē̃ tō vikarma hōtē hī haĩ .
97Sinful acts continue to be performed in Ravan's kingdom.
95Tum puruṣhārth kartē hō - satōpradhān duniyā mē̃ jānē kā .
98You are making effort to go to the satopradhan world.
96Jō pūrā puruṣhārth nahī̃ karē̃gē tō satō mē̃ āyēṅgē .
99Those who don’t make full effort will go into the sato stage.
97Sab thōṛēhī itnā gyān lē̃gē .
100Not everyone will take as much of this knowledge.
98Sandēśh jarūr sunē̃gē .
101Everyone definitely has to receive the message wherever they are.
99Phir kahā̃ bhī hōṅgē isliē kōnē-kōnē mē̃ jānā chāhiē .
102This is why you have to go to every corner.
100Vilāyat mē̃ bhī mission jānī chāhiē .
103This mission must also go abroad.
101Jaisē bauddhiyō̃ key|kī , christians key|kī yahā̃ mission hai nā . 102Dūsrē dharm vālō̃ kō apnē dharm mē̃ lānē key|kī mission hōtī hai .
104Here, there are missions of Buddhists and Christians who come to convert people of other religions into their religions.
103Tum samjhātē hō ki ham asul mē̃ dēvī-dēvtā dharm K|kē thē . 104Ab hindū dharm K|kē ban gayē haĩ .
105You explain that we originally belonged to the deity religion and that we now belong to the Hindu religion.
105Tumhārē pās|pass bahut karkē hindū dharm vālē hī āyēṅgē .
106Generally, those of the Hindu religion will come to you.
106Unmē̃ bhī jō śhiv K|kē , dēvtāō̃ K|kē pujārī hōṅgē vah āyēṅgē .
107Among them too, it will be the worshippers of Shiva and those who worship the deities who come.
107Jaisē bābā nē kahā - rājāō̃ key|kī sēvā karō .
108Baba has told you to serve the kings.
108Vah aksar karkē dēvtāō̃ K|kē pujārī hōtē haĩ .
109Mostly they are worshippers of the deities.
109Unhō̃ K|kē ghar mē̃ mandir rahtē haĩ .
110They have temples in their homes.
110Unhō̃ kā bhī kalyāṇ karnā hai .
111You have to benefit them too.
111Tum bhī samjhō ham bāp kē sāth dūrdēśh sē āyē haĩ .
112Consider yourselves to have come here with the Father from that faraway land.
112Bāp āyē hī haĩ naī duniyā sthāpan karnē .
113The Father has come to establish a new world.
113Tum bhī kar rahē hō .
114You are also doing that.
114Jō sthāpanā karē̃gē vah pālnā bhī karē̃gē .
115Those who establish it will also sustain it.
115Andar mē̃ naśhā rahnā chāhiē - ham śhivbābā kē sāth āyē haĩ daivī rājya sthāpan karnē , sārē viśhva kō svarg banānē .
116You should have the intoxication inside you, that you have come here with Shiv Baba to establish the deity kingdom and to make the whole world into heaven.
116Āśhcharya lagtā hai is dēśh mē̃ kyā-kyā kartē rahtē haĩ .
117One is amazed at what people continue to do in this world.
117Pūjā kaisē kartē haĩ .
118Look how they worship.
118Navrātri mē̃ dēviyō̃ key|kī pūjā hōtī hai nā .
119During the Navratri (nine nights) festival of the goddesses, they worship the goddesses.
119Rātri hai tō din bhī hai .
120Since there is the night, there must also be the day.
120Tumhārā ēk gīt bhī hai nā - kyā kautuk dēkhā … miṭṭī kā putlā banāē , śhrr̥iṅgār kar uskī pūjā kartē haĩ , unsē phir dil itnī lag jātī hai jō jab ḍubōnē jātē haĩ tō rō paṛtē haĩ .
121You have a song, "What wonder did you see?" 122They make clay images, decorate them and worship them. 123Their hearts become so attached to those images that, when they go to sink them, they cry.
121Manuṣhya jab martē haĩ tō arthī kō bhī lē jātē haĩ . 122Harībōl , harībōl kar ḍubō dētē haĩ .
124When a person has died, they take the body to a river and sink it while chanting God's name.
123Jātē tō bahut haĩ nā .
125Many go there.
124Nadī tō sadaiv hai .
126Those rivers exist eternally.
125Tum jāntē hō yah jamunā kā kaṇṭhā thā , jahā̃ rās vilās ādi kartē thē .
127You know that dancing etc., used to take place on the banks of the River Jamuna.
126Vahā̃ tō baṛē-baṛē mahal hōtē haĩ .
128There will be huge palaces there.
127Tumkō hī jākar banānē haĩ .
129You will go and build them there.
128Jab kōī baṛā imtahān pās|pass kartē haĩ tō unkī buddhi mē̃ chaltā hai - pās|pass hōkar phir yah karē̃gē , makān banāyēṅgē .
130When someone is to pass an important examination, his intellect plans how he will have a house built after he passes his examination.
129Tum bachchō̃ kō bhī khyāl rakhnā hai - ham dēvtā bantē haĩ . 130Ab ham apnē ghar jāyēṅgē .
131You children also have to remain aware that you are becoming deities, that you are now to go to your home.
131Ghar kō yād kar khuśh hōnā chāhiē .
132You should be happy remembering your home.
132Manuṣhya musāphirī kar ghar lauṭtē haĩ tō khuśhī hōtī hai . 133Ham ab ghar jātē haĩ . 134Jahā̃ janm huā thā .
133When someone is returning from his travels, he becomes very happy because he is going home to where he took birth.
135Ham ātmāō̃ kā bhī ghar hai mūlvatan .
134The home of you souls is the incorporeal world.
136Kitnī khuśhī hōtī hai .
135There is so much happiness.
137Manuṣhya itnī bhakti kartē hī haĩ mukti kē liē .
136Human beings do so much devotion in order to attain liberation.
138Parantu drama mē̃ part aisā hai jō vāpis jānē kā kōī kō miltā nahī̃ hai .
137However, no one has such a part in the drama that he can return home yet.
139Tum jāntē hō unhō̃ kō ādhākalp part jarūr bajānā hai .
138You know that they definitely have to play their parts for half a cycle.
140Hamārē ab 84 janm pūrē hōtē haĩ .
139Our 84 births are now coming to an end.
141Ab vāpis jānā hai aur phir rājdhānī mē̃ āyēṅgē .
140We now have to return home and we will then enter our kingdom.
142Bas ghar aur rājdhānī yād hai .
141Simply remember your home and your kingdom.
143Yahā̃ baiṭhē bhī kōī-kōī kō apnē kārkhānē ādi yād rahtē haĩ .
142While sitting here, some people remember their factories etc.
144Jaisē dēkhō biṛlā hai , kitnē unkē kārkhānē ādi haĩ .
143For instance, look at Birla. 144He has so many factories.
145Sārā din unkō khyālāt rahtī hōgī .
145He would be concerned about all of them throughout the day.
146Unkō kahē̃ bābā kō yād karō tō kitnī unkō aṭak paṛēgī .
146If you were to tell him to remember Baba, he would have so many obstructions.
147Ghaṛī-ghaṛī dhandhā yād ātā rahēgā .
147He would repeatedly remember his business.
148Sabsē sahaj hai mātāō̃ kō , unsē bhī kanyāō̃ kō .
148It is easier for the mothers and even more easy for the kumaris.
149Jītē jī marnā hai , sārī duniyā kō bhūl jānā hai .
149Die a living death and forget this whole world.
150Tum apnē kō ātmā samajh śhivbābā K|kē bantē hō , iskō jītē jī marnā kahā jātā hai .
150When you consider yourselves to be souls and belong to Shiv Baba, it is called dying alive.
151Dēh sahit dēh K|kē sab sambandh chhōṛ apnē kō ātmā samajh śhivbābā kā ban jānā hai .
151Renounce your bodies and all bodily relations. 152Consider yourselves to be souls and belong to Shiv Baba.
152Śhivbābā kō hī yād kartē rahnā hai kyōṅki pāpō̃ kā bōjhā sir par bahut hai .
153Continue to remember Shiv Baba because there is a huge burden of sin on your heads.
153Dil tō sabkī hōtī hai , ham jītē jī markar śhivbābā kā ban jāyē̃ .
154You all have the desire to die alive and belong to Shiv Baba.
154Śharīr kā bhān na rahē .
155There should be no consciousness of bodies.
155Ham aśharīrī āyē thē phir aśharīrī bankar jānā hai .
156We came bodiless and we have to return bodiless.
156Bāp K|kē banē haĩ tō bāp K|kē sivāē dūsrā kōī yād na rahē .
157We now belong to the Father. 158Therefore, we must not remember anyone but the Father.
157Aisā jaldī hō jāē tō phir laṛāī bhī jaldī lagē .
159If that were to happen soon, the war would also take place soon.
158Bābā kitnā samjhātē haĩ ham tō śhivbābā K|kē haĩ nā .
160Shiv Baba tells us so often that we belong to Him.
159Ham vahā̃ K|kē rahnē vālē haĩ .
161We are residents of that place.
160Yahā̃ tō kitnā duḥkh hai .
162Here, there is so much sorrow.
161Abhī yah antim janm hai .
163This is now the final birth.
162Bāp nē batāyā hai tum satōpradhān thē tō aur kōī nahī̃ thā .
164The Father has told you that when you were satopradhan, there were no others.
163Tum kitnē sāhūkār thē .
165You were so wealthy.
164Bhal is samay paisē kauṛī haĩ parantu yah tō kuchh hai nahī̃ . 165Kauṛiyā̃ haĩ .
166Money at this time is like shells. 167It is worth nothing, just shells.
166Yah sab alpkāl sukh kē liē hai .
168All of it is for temporary happiness.
167Bāp nē samjhāyā hai - past mē̃ dān-puṇya kiyā hai tō paisā bhī bahut miltā hai . 168Phir dān kartē haĩ .
169The Father has told you that when you donated a lot in the past and performed a lot of charity, you received a lot of wealth, and you donated that too.
169Parantu yah hai ēk janm key|kī bāt .
170However, that was only for one birth.
170Yahā̃ tō janma-janmāntar kē liē sāhūkār bantē haĩ .
171Here, you become wealthy for many births.
171Jitnā baṛā kahāvanā , utnā baṛā duḥkh pānā .
172Here, the more important one is, the more sorrow there is.
172Jinkō bahut dhan hai vah phir bahut phansē huē haĩ .
173Those who have a lot of wealth are very much trapped.
173Kabhī ṭhahar na sakē̃ .
174They can never come and stay here.
174Kōī sādhāraṇ garīb hī surrender hōṅgē .
175Only ordinary, poor ones surrender themselves.
175Sāhūkār kabhī nahī̃ hōṅgē .
176Wealthy ones never do that.
176Vah kamātē hī haĩ putr-pōtrō̃ kē liē ki hamārā kul chaltā rahē .
177The money they earn is for their grandchildren in order to keep their clan going.
177Khud us ghar mē̃ nahī̃ ānē vālē haĩ .
178They themselves would not come into that same home.
178Putra pōtrē āyē̃ , jinhōnnē achchhē karma kiyē haĩ . 179Jaisē bahut dān jō kartē haĩ tō vah rājā bantē haĩ .
179The grandchildren who performed good acts previously would come, just as those who make many donations become kings.
180Parantu ever healthy tō nahī̃ haĩ .
180However, they are not everhealthy.
181Rājāī key|kī tō kyā huā , avināśhī sukh nahī̃ hai .
181So what if they rule a kingdom. 182They still don't have imperishable happiness.
182Yahā̃ kadam-kadam par anēk prakār K|kē duḥkh hōtē haĩ .
183Here, there are many types of sorrow at every step.
183Vahā̃ yah sab duḥkh dūr hō jātē haĩ .
184There, all of this sorrow will have been removed.
184Bāp kō pukārtē haĩ ki hamārē duḥkh dūr karō .
185People call out to the Father: "Remove our sorrow!"
185Tum samajhtē hō duḥkh dūr sab hōnē haĩ .
186You understand that all your sorrow is to be removed.
186Sirph bāp kō yād kartē rahē̃ .
187Simply continue to remember the Father.
187Sivāē ēk bāp K|kē aur kōī sē varsā mil nahī̃ saktā .
188You can't receive this inheritance from anyone but the one Father.
188Bāp sārē viśhva kā duḥkh dūr kartē haĩ .
189The Father removes all of the sorrow from this whole world.
189Is samay tō jānvar ādi bhī kitnā duḥkhī haĩ .
190At this time, even animals experience so much sorrow.
190Yah hai hī duḥkhdhām .
191This is a world of sorrow.
191Duḥkh baṛhtā jātā hai , tamōpradhān bantē jātē haĩ .
192Sorrow is continually increasing and souls are continuing to become tamopradhan.
192Abhī ham saṅgamyug par baiṭhē haĩ . 193Vah sab kaliyug mē̃ haĩ .
193We are now at the confluence age, whereas everyone else is in the iron age.
194Yah hai puruṣhōttam saṅgamyug .
194This is the most elevated confluence age.
195Bābā hamkō puruṣhōttam banā rahē haĩ .
195Baba is making us into the most elevated human beings.
196Yah yād rahē tō bhī khuśhī rahē .
196Even by remembering this much, you can remain happy.
197Bhagvān paṛhātē haĩ , viśhva kā mālik banātē haĩ .
197God is teaching us and making us into the masters of the world!
198Yah bhalā yād karō .
198At least remember this much.
199Unkē bachchē bhagvān-bhagvatī hōnē chāhiē nā paṛhāī sē .
199By studying His teachings, His children should become gods and goddesses.
200Bhagvān tō sukh dēnē vālā hai phir duḥkh kaisē miltā hai ?
200God is the Bestower of Happiness. 201So, how do you receive sorrow?
201Vah bhī bāp baiṭh samjhātē haĩ .
202The Father sits here and explains this.
202Bhagvān K|kē bachchē phir duḥkh mē̃ kyō̃ haĩ , bhagvān duḥkh hartā sukh kartā hai tō jarūr duḥkh mē̃ ātē haĩ tab tō gātē haĩ .
203Why are God's children experiencing sorrow? 204God is the Remover of Sorrow and the Bestower of Happiness. 205People definitely must be experiencing sorrow, for that is why they sing this praise.
203Tum jāntē hō bāp hamkō rājyōg sikhā rahē haĩ .
206You know that the Father is teaching you Raja Yoga.
204Ham puruṣhārth kar rahē haĩ .
207You are making effort.
205Ismē̃ sanśhay thōṛēhī hō saktā hai .
208There cannot be any doubt about this.
206Ham be|B . K|kē . rājyōg sīkh rahē haĩ .
209You Brahma Kumars and Kumaris are studying Raja Yoga.
207Jhūṭh thōṛēhī bōlē̃gē .
210You are not telling lies.
208Kōī kō yah sanśhay āyē tō samjhānā chāhiē , yah tō paṛhāī hai .
211When someone has doubts, explain to him: This is a study.
209Vināśh sāmnē khaṛā hai .
212Destruction is in front of you.
210Ham haĩ saṅgamyugī brāhmaṇ chōṭī .
213We are Brahmins, the topknot of the confluence age.
211Prajāpitā brahmā hai tō jarūr brāhmaṇ bhī hōnē chāhiē .
214Prajapita Brahma is here. 215Therefore, there will definitely also be Brahmins here.
212Tumkō bhī samjhāyā hai tab tō niśhchay kiyā hai .
216This has also been explained to you and that is why you have faith.
213Bākī mukhya bāt hai yād kī yātrā , ismē̃ hī vighna paṛtē haĩ .
217However, the main thing is the pilgrimage of remembrance and it is in this that there are obstacles.
214Apnā chart dēkhtē rahō - kahā̃ tak bābā kō yād kartē haĩ , kahā̃ tak khuśhī kā pārā chaṛhtā hai ?
218Continue to examine your charts and see to what extent you remember Baba and to what extent your mercury of happiness rises.
215Yah āntarik khuśhī rahnī chāhiē ki hamkō bāgavān-patit pāvan kā hāth milā hai , ham śhivbābā sē brahmā dvārā haiṇḍ-śēk kartē haĩ .
219You should be happy inside that you are now holding the hand of the Master of the Garden, the Purifier. 220You shake hands with Shiv Baba through Brahma Baba.
216Achchhā !
221Achcha.
217Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
222To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
218Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
223The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
219Dhārṇā kē liē mukhya sār :
224Essence for dharna:
2201 ) apnē ghar aur rājdhānī kō yād kar apār khuśhī mē̃ rahnā hai .
2251. Remember your home and kingdom and maintain limitless happiness.
221Sadā yād rahē - ab hamārī musāphirī pūrī huī , ham jātē haĩ apnē ghar , phir rājdhānī mē̃ āyēṅgē .
226Constantly remember that your journey is now coming to an end. 227We are now to go home and will then return to our kingdom.
2222 ) ham śhivbābā sē brahmā dvārā hand śēk kartē haĩ , vah bāgvān hamē̃ patit sē pāvan banā rahē haĩ .
2282. You shake hands with Shiv Baba through Brahma Baba. 229That Master of the Garden is making you pure from impure.
223Ham is paṛhāī sē svarg key|kī paṭrānī bantē haĩ - isī āntarik khuśhī mē̃ rahnā hai .
230Through this study, you are becoming the queens of heaven. 231Keep this happiness inside you.
Blessing
224Vardān : tīn prakār key|kī vijay kā medal prāpt karnē vālē sadā vijayī bhav
232Blessing: May you be constantly victorious and attain three medals of victory.
225Vijay mālā mē̃ number prāpt karnē kē liē pahlē sva par vijayī , phir sarv par vijayī aur phir prakr̥iti par vijayī banō .
233In order to claim a number in the rosary of victory, first of all, gain victory over yourself, then gain victory over all others and then victory over matter.
226Jab yah tīn prakār key|kī vijay K|kē medal prāpt hōṅgē tab vijay mālā kā maṇkā ban sakē̃gē .
234When you have attained these three medals, you will then be able to become a bead of the rosary of victory.
227Sva par vijayī bannā arthāt apnē vyarth bhāv , svabhāv kō śhrēṣhṭh bhāv , śhubh bhāvnā sē parivartan karnā .
235To gain victory over yourself means to transform your wasteful intentions and nature with your elevated intentions and good wishes.
228Jō aisē sva par vijayī bantē haĩ vahī dūsrō̃ par bhī vijay prāpt kar lētē haĩ .
236Those who gain victory over themselves in this way are also able to gain victory over others.
229Prakr̥iti par vijay prāpt karnā arthāt vāyumaṇḍal , vibration aur sthūl prakr̥iti key|kī samasyāō̃ par vijayī bannā .
237To gain victory over matter means to triumph over the atmosphere, vibrations and problems of physical matter.
Slogan
230Slōgan : svayã key|kī karmēndriyō̃ par sampūrṇ rājya karnē vālē hī sachchē rājyōgī haĩ .
238Slogan: Those who completely rule their physical organs are the true Raja Yogis.
239*** Om Shanti ***
231Avyakt iśhārē - sahajyōgī bannā hai tō paramātma pyār K|kē anubhavī banō
240Avyakt Signals: In order to be an easy yogi, become experienced in God’s love.
232Āp bachchō̃ kō gyān K|kē sāth-sāth sachchā rūhānī pyār milā hai . 233Us rūhānī pyār nē hī prabhu kā banāyā hai .
241Along with this knowledge, you children have also received true spiritual love, and it is this spiritual love that has made you belong to God.
234Her|har bachchē kō double pyār miltā hai - ēk bāp kā , dūsrā daivī parivār kā .
242Each child receives double love: firstly, from the Father and secondly, from the divine family.
235Tō pyār K|kē anubhav nē parvānā banāyā hai .
243The experience of love has made you into true moths.
236Pyār hī chumbak kā kām kartā hai . 237Phir sunnē va marnē kē liē bhī taiyār hō jātē haĩ .
244This love works like a magnet that makes souls ready to listen and die.
238Saṅgam par jō sachchē pyār mē̃ jītē jī martā hai , vahī svarg mē̃ jātā hai .
245The children who die alive at the confluence age go to heaven.