शुक्रवार 12 सितंबर 2025 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
012-09-2025 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
012/09/25 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - tumhārī paṛhāī kā sārā madār hai yōg par , yōg sē hī ātmā pavitra bantī hai , vikarma vināśh hōtē haĩ ' '
1Essence: Sweet children, everything in your study depends on yoga. 2It is by having yoga that you souls become pure and you are liberated from your sins.
Question
2Praśhna : kaī bachchē bāp kā bankar phir hāth chhōṛ dētē haĩ , kāraṇ kyā hōtā hai ?
3Question: Some children belong to the Father and then let go of His hand. 4What is the reason for this?
Answer
3Uttar : bāp kō pūrī rīti na pahchānnē K|kē kāraṇ , pūrā niśhchaybuddhi na hōnē K|kē kāraṇ 8-10 varṣh kē bād bhī bāp kō phārkatī dē dētē haĩ , hāth chhōṛ dētē haĩ . 4Pad bhraṣhṭa hō jātā hai .
5Answer: Some children divorce the Father and let go of His hand even after belonging to Him for eight to ten years. 6This is because they do not fully recognise the Father and don't have faithful intellects; their status is destroyed.
52 - criminal eye hōnē sē māyā key|kī grahachārī baiṭh jātī hai , avasthā nīchē ūpar hōtī rahtī hai tō bhī paṛhāī chhūṭ jātī hai .
7When children have criminal eyes, there are bad omens of Maya and their stage fluctuates and they then stop studying.
Murli
6Ōm śhānti .
8Om shanti.
7Rūhānī bachchō̃ prati rūhānī bāp samjhā rahē haĩ .
9The spiritual Father explains to the spiritual children.
8Abhī samajhtē hō ki ham sab rūhānī bēhad K|kē bāp K|kē bachchē haĩ , inkō bāpdādā kahā jātā hai .
10You now understand that all of you are the spiritual children of the unlimited Father. 11You call us BapDada.
9Jaisē tum rūhānī bachchē hō vaisē yah ( brahmā ) bhī rūhānī bachchā hai śhivbābā kā .
12Just as you are spiritual children, so this one (Brahma) is also a spiritual child of Shiv Baba.
10Śhivbābā kō rath tō jarūr chāhiē nā isliē jaisē tum ātmāō̃ kō organs milē huē haĩ karma karnē kē liē , vaisē śhivbābā kā bhī yah rath hai kyōṅki yah karmakṣhētra hai jahā̃ karma karnā hōtā hai .
13Shiv Baba definitely needs a chariot. 14Therefore, just as you souls have received organs in order to act, similarly, Shiv Baba has taken this chariot. 15This is the field of action where actions are to be performed.
11Vah hai ghar jahā̃ ātmāyē̃ rahtī haĩ .
16That is the home where souls reside.
12Ātmā nē jānā hai hamārā ghar śhāntidhām hai , vahā̃ yah khēl nahī̃ hōtā .
17You souls know that your home is the land of peace where no play is performed.
13Battiyā̃ ādi kuchh nahī̃ hōtī , sirph ātmāyē̃ rahtī haĩ .
18There are no lights, etc. there; souls just reside there.
14Yahā̃ ātī haĩ part bajānē .
19They come here to play their parts.
15Tumhārī buddhi mē̃ hai - yah bēhad kā drama hai .
20It is in your intellects that this is an unlimited drama.
16Jō actors haĩ , unhō̃ key|kī act śhurū sē lēkar ant tak tum bachchē number-vār puruṣhārth anusār jāntē hō .
21You children know, numberwise, according to the efforts you make, about all the acts that the actors perform from the beginning through the middle to the end.
17Yahā̃ kōī sādhū-santa ādi nahī̃ samjhātē haĩ .
22It is not a sage or holy man, etc. here explaining to you.
18Yahā̃ ham bachchē bēhad K|kē bāp pās|pass baiṭhē haĩ , ab hamkō vāpis jānā hai , pavitra tō jarūr bannā hai ātmā kō .
23You children are sitting here with the unlimited Father. 24We now have to return home. 25Souls definitely have to become pure.
19Aisē nahī̃ ki śharīr bhī yahā̃ pavitra bannā hai , nahī̃ .
26It isn’t that the bodies will also become pure here; no.
20Ātmā pavitra bantī hai .
27It is souls that become pure.
21Śharīr tō pavitra tab banē̃ jab 5 tatva bhī satōpradhān hō̃ .
28The bodies will only be pure when the five elements have become satopradhan.
22Ab tumhārī ātmā puruṣhārth kar pāvan ban rahī hai .
29You souls are now making effort to become pure.
23Vahā̃ ātmā aur śharīr dōnō̃ pavitra hōtē haĩ .
30There, both the souls and the bodies are pure.
24Yahā̃ nahī̃ hō saktē .
31It cannot be like that here.
25Ātmā pavitra ban jātī hai tō phir purānā śharīr chhōṛtī hai , phir nayē tatvō̃ sē nayē śharīr bantē haĩ .
32When you souls become pure, you will leave your old bodies. 33Then, new bodies will be created out of the new elements.
26Tum jāntē hō hamārī ātmā bēhad K|kē bāp kō yād kartī hai vā nahī̃ kartī hai ?
34Each of you knows whether you, a soul, remember the unlimited Father or not.
27Yah tō har ēk kō apnē sē pūchhnā hai .
35Each of you has to ask yourself this question.
28Paṛhāī kā sārā madār hai yōg par .
36Everything in this study depends on yoga.
29Paṛhāī tō sahaj hai , samajh gayē haĩ ki chakra kaisē phirtā hai , mukhya hai hī yād kī yātrā . 30Yah andar gupta hai .
37This study is very easy. 38You understand how the cycle turns. 39The main thing is the pilgrimage of remembrance which is internal and incognito.
31Dēkhnē mē̃ thōṛēhī ātā hai .
40It is not possible to see it.
32Bābā nahī̃ kah saktē ki yah bahut yād kartē haĩ vā cum|kam .
41Baba cannot say whether someone has a lot or a little remembrance.
33Hā̃ , gyān kē liē batā sakē̃gē ki yah gyān mē̃ bahut tīkhā hai .
42Yes, for this knowledge, you can say that someone is very clever in that subject.
34Yād kā tō kuchh dēkhnē mē̃ nahī̃ ātā hai .
43Nothing about remembrance is visible.
35Gyān mukh sē bōlā jātā hai .
44Knowledge is spoken with the mouth.
36Yād tō hai ajapājāp .
45Remembrance is the mantra that is constantly chanted.
37Jāp akṣhar bhakti mārg kā hai , jāp mānā kōī kā nām japnā .
46The word “chant” belongs to the path of devotion. 47To chant means to chant the name of someone.
38Yahā̃ tō ātmā kō apnē bāp kō yād karnā hai .
48Here, you souls have to remember your Father.
39Tum jāntē hō ham bāp kō yād kartē-kartē pavitra bantē-bantē muktidhām-śāntidhām mē̃ jākar pahũchēṅgē .
49You know that, by continuing to remember your Father and by continuing to become pure, you will reach the land of liberation and peace.
40Aisē nahī̃ ki drama sē mukt hō jāyēṅgē .
50It isn’t that you will be liberated from the drama.
41Mukti kā arth|earth hai - duḥkh sē mukt hō , śhāntidhām jāē phir sukhdhām mē̃ āyēṅgē .
51“Liberation” means to be liberated from sorrow. 52You will go to the land of peace and then go to that land of happiness.
42Pavitra jō bantē haĩ vah sukh bhōgtē haĩ . 43Apavitr manuṣhya unhō̃ key|kī khidmat kartē haĩ .
53Those who become pure experience happiness and impure human beings serve them.
44Pavitra key|kī mahimā hai , ismē̃ hī mēhnat hai .
54There is praise of those who are pure. 55It is this that takes effort.
45Āṅkhē̃ baṛā dhōkhā dētī haĩ , gir paṛtē haĩ .
56The eyes deceive you a great deal and you fall.
46Nīchē-ūpar tō sabkō hōnā paṛtā hai .
57Everyone has to fluctuate.
47Grahachārī sabkō lagtī hai .
58Everyone experiences bad omens.
48Bhal bābā kahtē , bachchē bhī samjhā saktē haĩ . 49Phir kahtē haĩ mātā gurū chāhiē kyōṅki ab mātā gurū kā system chaltā hai .
59Although Baba says that children can also explain, He also says: Mother gurus are required, because there is a system nowadays of mother gurus.
50Āgē pitāō̃ kā thā .
60Previously, it used to be fathers.
51Abhī pahlē-pahlē kalaṣh mātāō̃ kō miltā hai .
61Now it is the mothers who are first given the urn.
52Mātāyē̃ majority mē̃ haĩ , kumāriyā̃ rākhī bāndhtī haĩ , pavitratā kē liē .
62The majority are mothers. 63Kumaris tie rakhis for purity.
53Bhagvān kahtē haĩ kām mahāśhatru hai , is par jīt pahanō .
64God says: Lust is the greatest enemy. 65Conquer it!
54Rakṣhā bandhan pavitratā key|kī niśhānī hai , vō lōg rākhī bāndhtē haĩ . 55Pavitra tō bantē nahī̃ haĩ .
66Raksha Bandhan is the festival of purity. 67Those people have rakhis tied but they don’t become pure.
56Vah sab haĩ artificial rākhī , kōī pāvan banānē vālē nahī̃ haĩ ismē̃ tō gyān chāhiē .
68All of those rakhis are artificial. 69None of them makes you pure. 70You need this knowledge for that.
57Abhī tum rākhī bāndhtē hō .
71You now tie rakhis on them.
58Arth|earth bhī samjhātē hō . 59Yah pratigyā karātē haĩ .
72You also explain the meaning of it and have them make a promise.
60Jaisē sikkh lōgō̃ kō kaṅgan niśhānī hōtī hai parantu pavitra tō bantē nahī̃ .
73The Sikhs wear a steel bangle as their symbol, but they don’t become pure either.
61Patit kō pāvan banānē vālā , sarv kā sadgati dātā ēk hai , vah bhī dēhdhārī nahī̃ hai .
74The Purifier of the impure and the Bestower of Salvation for All is only the One. 75He is not a bodily being.
62Pānī key|kī gaṅgā tō in āṅkhō̃ sē dēkhnē mē̃ ātī hai .
76The water of the Ganges is visible with these eyes.
63Bāp jō sadgati dātā hai , unkō in āṅkhō̃ sē nahī̃ dēkhā jātā .
77The Father, who is the Bestower of Salvation, cannot be seen with these eyes.
64Ātmā kō kōī bhī dēkh nahī̃ saktē ki vah kyā chīz hai .
78No one can see what a soul is.
65Kahtē bhī haĩ hamārē śharīr mē̃ ātmā hai , unkō dēkhā hai ?
79It is said that there is a soul in each body, but has anyone seen one?
66Kahē̃gē nahī̃ .
80They say, “No.”
67Aur sab chīzē̃ jiskā nām hai vah dēkhnē mē̃ jarūr ātī haĩ .
81Everything that has a name is definitely visible.
68Ātmā kā bhī nām tō hai .
82The soul too has a name.
69Kahtē bhī haĩ bhrakuṭī kē bīch chamaktā hai ajab sitārā .
83It is said that a wonderful star shines in the centre of the forehead.
70Parantu dēkhnē mē̃ nahī̃ ātē haĩ .
84However, it is not visible.
71Paramātmā kō bhī yād kartē haĩ , dēkhnē mē̃ kuchh nahī̃ āyēgā .
85They remember the Supreme Soul, but He is not visible.
72Lakṣhmī-nārāyaṇ kō dēkhā jātā hai in āṅkhō̃ sē .
86Lakshmi and Narayan can be seen with these eyes.
73Liṅg key|kī bhal pūjā kartē haĩ parantu vah kōī yathārth rīti tō nahī̃ hai nā .
87Although people worship a lingam, that is not accurate.
74Dēkhtē huē bhī jāntē nahī̃ haĩ , paramātmā kyā ?
88Although they can see that, they don’t know who the Supreme Soul is.
75Yah kōī nahī̃ jān saktē .
89No one can know this.
76Ātmā tō bahut chhōṭī bindī hai .
90Souls are very tiny points.
77Dēkhnē mē̃ nahī̃ ātī hai .
91They are not visible.
78Na ātmā kō , na paramātmā kō dēkhā jā saktā hai , jānā jātā hai .
92Neither is a soul visible nor is the Supreme Soul visible, but they can be understood.
79Abhī tum jāntē hō hamārā bābā āyā huā hai inmē̃ .
93You now understand that your Baba has entered this one.
80Is śharīr key|kī apnī ātmā bhī hai , phir parampitā paramātmā kahtē haĩ - maĩ inkē rath par virājmān hū̃ isliē bāpdādā kahtē hō .
94This soul has his own body and then the Supreme Father, the Supreme Soul, says: I am present in this one’s chariot. 95This is why you call us BapDada.
81Ab dādā kō tō in āṅkhō̃ sē dēkhtē hō , bāp kō nahī̃ dēkhtē hō .
96You can see Dada with your eyes, but you can’t see the Father.
82Jāntē hō bābā gyān kā sāgar hai , vah is śharīr dvārā hamkō gyān sunā rahē haĩ .
97You know that Baba is the Ocean of Knowledge and that He is giving you this knowledge through this body.
83Vah gyān kā sāgar patit-pāvan hai .
98He is the Ocean of Knowledge and the Purifier.
84Nirākār rāstā kaisē batāyēṅgē ?
99How else could the incorporeal One show you the path?
85Prērṇā sē tō kōī kām nahī̃ hōtā .
100Nothing happens through inspiration.
86Bhagvān ātē haĩ yah kiskō bhī patā nahī̃ hai .
101No one knows that God comes.
87Śhiv jayantī bhī manātē haĩ tō jarūr yahā̃ ātā hōgā nā .
102People also celebrate the birthday of Shiva. 103Therefore, He must definitely have come here.
88Tum jāntē hō abhī vah hamkō paṛhā rahē haĩ .
104You know that He is now teaching you.
89Bābā ismē̃ ākar paṛhātē haĩ .
105Baba enters this one and teaches you.
90Bāp kō pūrī rīti na pahchānnē kāraṇ , niśhchaybuddhi na hōnē kāraṇ 8-10 varṣh kē bād bhī phārkatī dē dētē haĩ .
106Because of not fully recognising the Father and not having faithful intellects, some divorce the Father even after eight to ten years.
91Māyā bilkul hī andhā banā dētī hai .
107Maya completely blinds them.
92Bāp kā bankar phir chhōṛ dētē haĩ tō pad bhraṣhṭa hō jātā hai .
108When you leave the Father after belonging to Him, your status is destroyed.
93Ab tum bachchō̃ kō bāp kā parichay milā hai tō aurō̃ kō bhī dēnā hai .
109You children have now received the Father’s introduction. 110Therefore, you have to give it to others.
94R̥iṣhi-muni ādi sab nētī-nētī kartē gayē .
111Rishis and munis have been saying, “Neti, neti” (neither this nor that).
95Āgē tum bhī jāntē nahī̃ thē .
112Previously, you didn’t know it either.
96Abhī tum kahē̃gē hā̃ ham jāntē haĩ tō āstik hō gayē .
113You now say that you know everything about Him, and so you have become theists.
97Sr̥iṣhṭi kā chakra kaisē phirtā hai , yah bhī tum jāntē hō .
114You also know how the world cycle turns.
98Sārī duniyā aur tum khud is paṛhāī K|kē pahlē nāstik thē .
115As well as the whole world, you, too, were atheists before you studied this.
99Ab bāp nē samjhāyā hai tō tum kahtē hō hamkō parampitā paramātmā bāp nē samjhāyā hai , āstik banāyā hai .
116Now that the Father has explained to you, you say that the Supreme Father, the Supreme Soul, has explained to you and made you into theists.
100Ham rachtā aur rachnā K|kē ādi-madhy-ant kō nahī̃ jāntē thē .
117We didn’t know the Creator or the beginning, the middle or the end of creation.
101Bāp hai rachtā , bāp hī saṅgam par ākar naī duniyā kī sthāpanā bhī kartē haĩ aur purānī duniyā kā vināśh bhī kartē haĩ .
118The Father is the Creator. 119He comes at the confluence age to establish the new world and destroy the old world.
102Purānī duniyā K|kē vināśh kē liē yah mahābhārat laṛāī hai , jiskē liē samajhtē haĩ , us samay śhrīkr̥iṣhṇa thā .
120There is this Mahabharat War for the destruction of the old world and for which they believe Shri Krishna existed at that time.
103Abhī tum samajhtē hō - nirākār bāp thā , unkō dēkhā nahī̃ jātā hai .
121You now understand that it was the incorporeal Father who came. 122He cannot be seen.
104Śhrīkr̥iṣhṇa kā tō chitra hai , dēkhā jātā hai .
123There are pictures of Shri Krishna; he can be seen.
105Śhiv kō dēkh nahī̃ saktē .
124Shiva cannot be seen.
106Śhrīkr̥iṣhṇa tō hai satyug kā prince .
125Shri Krishna was a prince of the golden age.
107Vahī features phir hō na sakē̃ .
126He cannot have those same features again.
108Śhrīkr̥iṣhṇa bhī kab kaisē āyā , yah bhī kōī nahī̃ jāntē .
127No one knows how or when Shri Krishna came.
109Śhrīkr̥iṣhṇa kō kaṅs key|kī jēl mē̃ dikhātē haĩ .
128They show Shri Krishna in the jail of Kans (devil).
110Kaṅs satyug mē̃ thā kyā ?
129Did Kans exist in the golden age?
111Yah hō kaisē saktā .
130How could that be possible?
112Kaṅs asur kō kahā jātā hai .
131Kans is a devil.
113Is samay sārī āsurī sampradāy hai nā . 114Ēk-dō kō māratē-kāṭatē rahtē haĩ .
132At this time, the whole world is the community of devils; they continue to kill one another.
115Daivī duniyā thī , yah bhūl gayē haĩ .
133They have forgotten that there used to be the divine world.
116Īśhvarīy daivī duniyā īśhvar nē sthāpan key|kī .
134God established the divine world of God.
117Yah bhī tumhārī buddhi mē̃ hai - number-vār puruṣhārth anusār .
135This is in your intellects, numberwise, according to the efforts you make.
118Abhī tum hō īśhvarīy parivār , phir vahā̃ hōṅgē daivī parivār .
136At present, you are God’s family and you will then become the deity family there.
119Is samay īśhvar tumkō lāyak banā rahē haĩ svarg kā dēvī-dēvtā banānē .
137At this time, God is making you worthy of becoming the deities of heaven.
120Bāp paṛhā rahē haĩ .
138The Father is teaching you.
121Is saṅgamyug kō kōī bhī nahī̃ jāntē .
139No one knows this confluence age.
122Kōī bhī śhāstra mē̃ is puruṣhōttam yug key|kī bāt nahī̃ hai .
140None of the scriptures mention this most elevated confluence age.
123Puruṣhōttam yug arthāt jahā̃ puruṣhōttam bannā hōtā hai .
141The most elevated confluence age means the time when people become elevated beings.
124Satyug kō kahē̃gē puruṣhōttam yug .
142The golden age is called the most elevated age.
125Is samay tō manuṣhya puruṣhōttam nahī̃ hai .
143Human beings are not elevated at this time.
126Inkō tō kaniṣhṭ tamōpradhān kahē̃gē , yah sab bātē̃ sivāē tum brāhmaṇō̃ K|kē aur kōī nahī̃ samajh saktē .
144They are called degraded, tamopradhan. 145No one, except you Brahmins, can understand these things.
127Bāp kahtē haĩ yah hai āsurī bhraṣhṭāchārī duniyā .
146The Father says: This is a corrupt world of devils.
128Satyug mē̃ aisā kōī vātāvaraṇ nahī̃ hōtā .
147There won’t be this type of atmosphere in the golden age.
129Vah thī śhrēṣhṭhā-chārī duniyā .
148That was the elevated world.
130Unhō̃ K|kē chitra haĩ .
149Their pictures do exist.
131Barōbar yah śhrēṣhṭhāchārī duniyā K|kē mālik thē .
150Truly, they were the masters of the elevated world.
132Bhārat K|kē rājāyē̃ hōkar gayē haĩ jō pūjē jātē haĩ .
151Those kings of Bharat who existed are worshipped.
133Pūjya pavitra thē , jō hī phir pujārī banē .
152They were pure and worthy of worship but have now become worshippers.
134Pujārī bhakti mārg kō , pūjya gyān mārg kō kahā jātā hai .
153Worshippers are on the path of devotion, whereas worthy-of-worship ones are on the path of this knowledge.
135Pūjya sō pujārī , pujārī phir pūjya kaisē bantē haĩ .
154You now understand how those who are worthy of worship become worshippers and how those who are worshippers become worthy of worship.
136Yah bhī tum jāntē hō is duniyā mē̃ pūjya ēk bhī hō na sakē .
155There cannot be a single worthy-of-worship person in this world.
137Pūjya parampitā paramātmā aur dēvtāō̃ kō hī kahā jātā hai .
156Only the Supreme Father, the Supreme Soul, and the deities can be worthy of worship.
138Parampitā paramātmā hai sabkā pūjya .
157The Supreme Father, the Supreme Soul, is worthy of being worshipped by everyone.
139Sab dharm vālē unkī pūjā kartē haĩ .
158Those of all religions worship Him.
140Aisē bāp kā janm yahā̃ hī gāyā jātā hai .
159The birth of such a Father is remembered here.
141Śhiv jayantī hai nā . 142Parantu manuṣhyō̃ kō kuchh patā nahī̃ ki unkā janm bhārat mē̃ hōtā hai , ājkal tō śhivjayantī key|kī holy ḍē|day bhī nahī̃ kartē .
160There is the birthday of Shiva, but people don't know that He takes birth in Bharat. 161Nowadays, they don’t even have a holiday for the birthday of Shiva.
143Jayantī manāō , na manāō , tumhārī marjī . 144Official holy ḍē|day nahī̃ hai .
162Whether or not you celebrate the birthday is up to you, but it is not an official holiday.
145Jō śhivjayantī kō nahī̃ māntē haĩ , vah tō apnē kām par chalē jātē haĩ .
163Those who don’t believe in Shiv Jayanti go to work.
146Bahut dharm haĩ nā .
164There are many religions.
147Satyug mē̃ aisī bātē̃ hōtī nahī̃ .
165Such things do not exist in the golden age.
148Vahā̃ yah vātāvaraṇ hī nahī̃ .
166There isn’t this type of atmosphere there.
149Satyug hai hī naī duniyā , ēk dharm .
167The golden age is a new world where there is only the one religion.
150Vahā̃ yah patā nahī̃ paṛtā ki hamārē pīchhē chandravanśhī rājya hōgā .
168There, they are not aware that the moon-dynasty kingdom will follow them.
151Yahā̃ tum sab jāntē hō - yah-yah past hō gayā hai . 152Satyug mē̃ tum hōṅgē , vahā̃ kis past kō yād karē̃gē ?
169Here, you know that so-and-so existed in the past and that you will be in the golden age. 170What past will you remember there?
153Past tō huā kaliyug .
171For the golden age, the past is the iron age.
154Unkī history-geography sunnē sē kyā phāydā .
172What would be the benefit of listening to the history and geography of that?
155Yahā̃ tum jāntē hō ham bābā kē pās baiṭhē haĩ .
173You know that you are sitting here with Baba.
156Bābā teacher bhī hai , satgurū bhī hai .
174Baba is the Teacher and also the Satguru.
157Bāp āyē haĩ sabkī sadgati karnē .
175The Father has come to grant everyone salvation.
158Sabhī ātmāō̃ kō jarūr lē jāyēṅgē .
176He will definitely take all souls back with Him.
159Manuṣhya tō dēh-abhimān mē̃ ākar kahtē haĩ , sab miṭṭī mē̃ mil jānā hai .
177Human beings say out of body consciousness that everything is going to turn to dust.
160Yah nahī̃ samajhtē ātmāyē̃ tō chalī jāyēṅgī , bākī yah śharīr miṭṭī K|kē banē huē haĩ , yah purānā śharīr khatm hō jātā .
178They don’t understand that the souls will depart and that the old bodies made of clay will then be destroyed.
161Ham ātmā ēk śharīr chhōṛ dūsrā jāē lētī haĩ .
179I, a soul, leave a body and take another one.
162Yah is duniyā mē̃ hamārā antim janm hai , sab patit haĩ , sadaiv pāvan tō kōī rah nahī̃ saktē . 163Satōpradhān , satō , rajō , tamō hōtē hī haĩ .
180This is my last birth in this world. 181Everyone is impure. 182No one can be eternally pure; there are definitely the stages of satopradhan, sato, rajo and tamo.
164Vō lōg tō kah dētē sab īśhvar K|kē hī rūp haĩ , īśhvar nē apnē anēk rūp banāyē haĩ , khēlpāl karnē kē liē .
183Those people say that all are forms of God, that God created His many forms for entertainment.
165Hisāb-kitāb kuchh nahī̃ jāntē . 166Na khēlpāl karnē vālē kō jāntē haĩ .
184Neither do they understand the account of anything, nor do they know the One who entertains.
167Bāp hī baiṭhkar world key|kī history-geography samjhātē haĩ .
185The Father sits here and explains the world history and geographyto you.
168Khēl mē̃ har ēk kā part alag-alag hai .
186Each one's part in a play is separate.
169Sabkā position alag-alag hai , jō jaisā position vālā hōtā hai , unkī mahimā hōtī hai .
187Each one's position is separate. 188Whatever position someone has, that is praised.
170Yah sab bātē̃ bāp saṅgam par hī samjhātē haĩ .
189The Father explains all of these things at the confluence age.
171Satyug mē̃ phir satyug kā part chalēgā .
190The golden age’s part is performed in the golden age.
172Vahā̃ yah bātē̃ nahī̃ hōgī .
191These things will not exist there.
173Yahā̃ tumkō sr̥iṣhṭi chakra kā gyān buddhi mē̃ phirtā rahtā hai .
192This knowledge of the world cycle turns around in your intellects here.
174Tumhārā nām hī hai svadarśhan chakradhārī .
193Your name is “spinners of the discus of self-realisation”.
175Lakṣhmī-nārāyaṇ kō thōṛēhī svadarśhan chakra diyā jātā hai .
194Lakshmi and Narayan are not given a discus of self-realisation.
176Yah haĩ hī yahā̃ K|kē .
195The discus belongs to this time.
177Mūlvatan mē̃ sirph ātmāyē̃ rahtī haĩ , sūkṣhmavatan mē̃ kuchh nahī̃ .
196Only souls reside in the incorporeal world; there is nothing in the subtle region.
178Manuṣhya , jānvar , paśhu pakṣhī ādi sab yahā̃ hōtē haĩ .
197Animals, birds, etc. and human beings all exist here.
179Satyug mē̃ mōr ādi dikhātē haĩ .
198They show peacocks, etc. in the golden age.
180Aisē nahī̃ ki vahā̃ mōr K|kē paṅkh nikāl pahantē haĩ , mōr kō thōṛēhī duḥkh dēgē .
199There, they don't pull out the feathers of a peacock and wear them. 200They don't cause a peacock any pain there.
181Aisē bhī nahī̃ mōr kā girā huā paṅkh tāj mē̃ lagāyēṅgē .
201They don't even pick up the feathers that have fallen off a peacock and put them in their crowns, no.
182Nahī̃ , tāj mē̃ bhī jhūṭhī niśhānī dē dī hai .
202Those have been shown in the crown falsely.
183Vahā̃ sab ḵẖūbṣhūrat chījē̃ hōtī haĩ .
203There, everything is beautiful.
184Gandī kōī chīz kā nām-niśhān nahī̃ .
204There is no name or trace of anything dirty.
185Aisī kōī chīz nahī̃ hōtī jiskō dēkhkar ghr̥iṇā āyē .
205There is nothing there at the sight of which you would feel dislike.
186Yahā̃ tō ghr̥iṇā ātī hai nā .
206Here, you feel dislike.
187Vahā̃ jānvarō̃ kō bhī duḥkh nahī̃ hōtā hai .
207There, even animals don’t experience pain.
188Satyug kitnā first class hōgā . 189Nām hī hai svarg , heaven , naī duniyā .
208The golden age is first-class; the very name is heaven, the new world.
190Yahā̃ tō purānī duniyā mē̃ dēkhō barsāt K|kē kāraṇ makān girtē rahtē haĩ . 191Manuṣhya mar jātē haĩ .
209Here, in this old world, even buildings collapse in the rains and people die.
192Earthquake hōgī sab dabkar mar jāyēṅgē .
210When earthquakes take place, everyone gets buried under the ground and dies.
193Satyug mē̃ bahut thōṛē hōgē phir bād mē̃ vr̥iddhi kō pātē rahē̃gē .
211In the golden age there will be very few people and then the number of them will grow.
194Pahlē sūryavanśhī hōṅgē .
212First, there will be the sun dynasty.
195Jab duniyā 25 percent purānī hōgī tō pīchhē chandravanśhī hōṅgē .
213When the world becomes 25percent old, it will be called the moon dynasty.
196Satyug 1250 varṣh hai , vah hai 100 percent naī duniyā .
214The golden age lasts for 1250 years; it is a one hundred percentnew world.
197Jahā̃ dēvī-dēvtā rājya kartē haĩ .
215The deities rule there.
198Tumhārē mē̃ bhī bahut in bātō̃ kō bhūl jātē haĩ .
216Many of you forget these things.
199Rājdhānī tō sthāpan hōnī hī hai .
217The kingdom has to be established.
200Heartfail nahī̃ hōnā hai .
218You mustn't have heart failure.
201Puruṣhārth key|kī bāt hai .
219It is a matter of making effort.
202Bāp sabhī bachchō̃ sē ēk samān tadbīr ( puruṣhārth ) karātē haĩ .
220The Father inspires all of you children equally to make effort.
203Tum apnē liē viśhva par svarg kī bādśhāhī sthāpan kartē hō .
221You are establishing heaven on earth for yourselves.
204Apnē kō dēkhnā hai ham kyā banē̃gē ?
222Examine yourselves to see what you will become.
205Achchhā !
223Achcha.
206Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
224To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and Good morning from the Mother, the Father, BapDada.
207Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
225The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
208Dhārṇā kē liē mukhya sār :
226Essence for dharna:
2091 ) is puruṣhōttam yug mē̃ svarg K|kē dēvī-dēvtā bannē key|kī paṛhāī paṛhkar svayã kō lāyak banānā hai .
2271. At this most elevated age, study this study to become deities of heaven and make yourself worthy.
210Puruṣhārth mē̃ heartfail ( dilśhikasta ) nahī̃ hōnā hai .
228Do not have heart failure (become disheartened) over your efforts.
2112 ) is bēhad K|kē khēl mē̃ her|har actor kā part aur position alag-alag hai , jaisī jiskī position vaisā usē mān miltā hai , yah sab rāz samajh world key|kī history-geography kā simraṇ kar svadarśhan chakradhārī bannā hai .
2292. Each actor in this unlimited play has his own individual part and position. 230Each one receives respect according to his position. 231Understand all of these secrets, churn the world history and geography and become a spinner of the discus of self-realisation.
Blessing
212Vardān : bāp key|kī her|har śhrīmat kā pālan karnē vālē sachchē snēhī āśhik bhav
232Blessing: May you be a truly loving, beloved soul who observes every elevated direction (shrimat) of the Father.
213Jō bachchē sadā ēk bāp K|kē snēh mē̃ lavlīn rahtē haĩ , unhē̃ bāp kā her|har bōl pyārā lagtā hai , question samāpt hō jātē haĩ .
233The children who are constantly merged in this love for the one Father. 234They love every word spoken by the Father and their questions finish.
214Brāhmaṇ janm kā foundation snēh hai .
235The foundation of Brahmin birth is love.
215Jō snēhī āśhik ātmāyē̃ haĩ unhē̃ bāp key|kī śhrīmat pālan karnē mē̃ muśhkil kā anubhav nahī̃ hōtā hai .
236The loving, beloved souls do not experience any difficulty in observing the Father’s shrimat.
216Snēh K|kē kāraṇ sadā yahī umaṅg rahtā ki bābā nē jō kahā hai vah mērē prati kahā hai - mujhē karnā hai .
237Because of their love, they constantly have enthusiasm for whatever Baba says. 238They think that it is personally for them and that they have to do it.
217Snēhī ātmāyē̃ baṛī dil vālī hōtī haĩ , isliē unkē liē her|har baṛī bāt bhī chhōṭī hō jātī hai .
239Loving souls have big hearts and so, for them, every big thing also becomes small.
Slogan
218Slōgan : kōī bhī bāt kō feel karnā - yah bhī fail key|kī niśhānī hai .
240Slogan: To have a sensitive feeling about anything is a sign of failure.
241*** Om Shanti ***
219Avyakt iśhārē - ab lagan key|kī agni kō prajvalit kar yōg kō jvālā rūp banāō
242Avyakt Signal: Now ignite the fire of love and make your yoga volcanic.
220Jvālā svarūp key|kī sthiti kā anubhav karnē kē liē nirantar yād kī jvālā prajvalit rahē .
243In order to experience the volcanic stage, keep the fire of your remembrance constantly ignited.
221Iskī sahaj vidhi hai - sadā apnē kō « sārathī ' ' aur « sākṣhī ' ' samajhkar chalō .
244The easy way to do this is constantly to consider yourself to be a charioteer and a detached observer.
222Ātmā is rath key|kī sārathī hai - yah smr̥iti svataḥ hī is rath ( dēh ) sē vā kisī bhī prakār K|kē dēhbhān sē nyārā banā dētī hai .
245You, the soul, are the charioteer of your chariot. 246This awareness will detach you from your body and any type of body consciousness.
223Svayã kō sārathī samajhnē sē sarv karmēndriyā̃ apnē control mē̃ rahtī haĩ .
247By considering yourself to be a charioteer, you can control all your physical organs.
224Sūkṣhma śhaktiyā̃ « man-buddhi-sanskār ' ' bhī order pramāṇ rahtē haĩ .
248Even your subtle powers of your mind, intellect and sanskaras remain in order.