सोमवार 15 सितंबर 2025 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

015-09-2025 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

015/09/25 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1Mīṭhē bachchē - bāp āyē haĩ tumhē̃ karm-akarm-vikarm key|kī guhya gati sunānē , jab ātmā aur śharīr dōnō̃ pavitra haĩ tō karma akarma hōtē haĩ , patit hōnē sē vikarma hōtē haĩ .

1Essence: Sweet children, the Father has come to teach you the deep philosophy of action, neutral action and sinful action. 2When both you souls and your bodies are pure, actions are neutral. 3When you become impure, actions become sinful.

Question

2Praśhna  : ātmā par kaṭ ( junk ) chaṛhnē kā kāraṇ kyā hai  ?

4Question: What is the reason for the souls becoming rusty?

3Kaṭ chaṛhī huī hai tō uskī niśhānī kyā hōgī  ?

5What is the sign of a soul being covered with rust?

Answer

4Uttar  : kaṭ chaṛhnē kā kāraṇ hai - vikār .

6Answer: The reason for rust is vice.

5Patit bannē sē hī kaṭ chaṛhtī hai .

7It is when you souls become impure that you are covered with rust.

6Agar abhī tak kaṭ chaṛhī huī hai tō unhē̃ purānī duniyā key|kī kaśhiśh hōtī rahēgī .

8If, even now, souls have rust, they are attracted to the old world.

7Buddhi criminal taraph jātī rahēgī . 8Yād mē̃ rah nahī̃ sakē̃gē .

9Their intellects continue to become criminal and they are unable to stay in remembrance.

Murli

9Ōm śhānti .

10Om shanti.

10Bachchē iskā arth|earth tō samajh gayē haĩ .

11You children have understood the meaning of this.

11Ōm śhānti kahnē sē hī yah niśhchay hō jātā hai ki ham ātmāyē̃ yahā̃ key|kī rahvāsī nahī̃ haĩ .

12As soon as you souls say "Om shanti" you have the faith that you are not residents of this place.

12Ham tō śhāntidhām key|kī rahvāsī haĩ .

13We are residents of the land of peace.

13Hamārā svadharm śhānt hai , jab ghar mē̃ rahtē haĩ phir yahā̃ ākar part bajātē haĩ , kyōṅki śharīr kē sāth karma karnā paṛtā hai .

14Our original religion is peace when we reside in our home. 15Then, we come here to play our partsbecause we souls act through our bodies.

14Karma hōtā hai ēk achchhā , dūsrā burā .

16There are good and bad actions.

15Karma burā hōtā hai rāvaṇ rājya mē̃ .

17In the kingdom of Ravan, there are bad actions.

16Rāvaṇ rājya mē̃ sabkē karma vikarma ban gayē haĩ .

18Everyone’s actions have become sinful in the kingdom of Ravan.

17Ēk bhī manuṣhya nahī̃ jissē vikarma na hōtā hō .

19Not a single person is free from performing sinful actions.

18Manuṣhya tō samajhtē haĩ sādhū-sanyāsī ādi sē vikarma nahī̃ hō saktā kyōṅki vah pavitra rahtē haĩ . 19Sanyās kiyā huā hai .

20People believe that sages and sannyasis do not perform sinful actions because they remain pure and because they have adopted renunciation.

20Vāstav mē̃ pavitra kiskō kahā jātā hai , yah bilkul nahī̃ jāntē .

21In fact, they don't know at all what it means to be pure.

21Kahtē bhī haĩ ham patit haĩ . 22Patit-pāvan kō bulātē haĩ .

22They say: “I am impure”, and they call out to the Purifier.

23Jab tak vah na āyē tab tak duniyā pāvan ban nahī̃ saktī .

23The world cannot become pure until He comes.

24Yahā̃ yah patit purānī duniyā hai , isliē pāvan duniyā kō yād kartē haĩ .

24Here, it is an old, impure world and this is why they remember that pure world.

25Pāvan duniyā mē̃ jab jāyēṅgē tō patit duniyā kō yād nahī̃ karē̃gē .

25When they go to that pure world, they won't remember this impure world.

26Vah duniyā hī alag hai .

26That world is completely separate.

27Har ēk chīz naī phir purānī hōtī hai nā .

27Everything is at first new and then becomes old.

28Naī duniyā mē̃ ēk bhī patit hō na sakē .

28Not a single impure being can exist in that new world.

29Naī duniyā kā rachayitā hai parampitā paramātmā , vahī patit-pāvan hai , unkī rachnā bhī jarūr pāvan hōnī chāhiē .

29The Creator of the new world is the Supreme Father, the Supreme Soul. 30He alone is the Purifier.

30Patit sō pāvan , pāvan sō patit , yah bātē̃ duniyā mē̃ kiskī buddhi mē̃ baiṭh na sakē̃ .

31His creation definitely has to be pure: from pure to impure and impure to pure. 32These things do not sit in anyone's intellect.

31Kalp-kalp bāp hī ākar samjhātē haĩ .

33The Father comes every cycle to explain to you.

32Tum bachchō̃ mē̃ bhī kaī niśhchaybuddhi hōkar phir sanśhay buddhi hō jātē haĩ . 33Māyā ēkdam hap kar lētī hai .

34The intellects of some of you children too have faith and then their intellects develop doubt; Maya completely swallows them.

34Tum mahārathī hō nā .

35You are maharathis.

35Mahārathiyō̃ kō hī bhāṣhaṇ par bulātē haĩ .

36Maharathis are invited to give lectures.

36Mahārājāō̃ kō bhī samjhānā hai . 37Tum hī pahlē pāvan pūjya thē , abhī tō yah hai hī patit duniyā .

37You have to explain to the maharajahs: At first, you were pure and worthy of being worshipped. 38This is now an impure world.

38Pāvan duniyā mē̃ bhāratvāsī hī thē .

39Only the people of Bharat existed in the pure world.

39Tum bhāratvāsī ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm K|kē double sirtāj sampūrṇ nirvikārī thē .

40You people of Bharat belonged to the original, eternal, deity religion and were doublecrowned and completely viceless.

40Mahārathiyō̃ kō tō aisē samjhānā hōgā nā .

41Maharathis have to explain in this way.

41Is naśhē sē samjhānā hōtā hai .

42You have to explain this with intoxication.

42Bhagvānuvāch - kām chitā par baiṭh sānvarē ban jātē haĩ phir gyān chitā par baiṭhnē sē gōrā banē̃gē .

43God speaks: By sitting on the pyre of lust, souls have become ugly. 44Then, by sitting on the pyre of this knowledge, souls will become beautiful.

43Ab jō bhī samjhātē haĩ vah tō kām chitā par baiṭh na sakē̃ .

45Anyone who explains cannot sit on the pyre of lust.

44Parantu aisē bhī haĩ jō aurō̃ kō samjhātē-samjhātē kām chitā par baiṭh jātē haĩ .

46However, there are some who, while explaining to others, sit on the pyre of lust themselves.

45Āj yah samjhātē kal vikār mē̃ gir paṛtē .

47Today, they explain this knowledge and tomorrow, they fall into vice.

46Māyā baṛī jabardast hai .

48Maya is so strong, don't even ask!

47Bāt mat pūchhō . 48Aurō̃ kō samjhānē vālē khud kām chitā par baiṭh jātē haĩ .

49Those who explain to others then sit on the pyre of lust themselves.

49Phir pachhtātē haĩ - yah kyā huā  ?

50Then they have to repent and ask, "What happened?"

50Boxing hai nā .

51This is a boxing match.

51Strī kō dēkhā aur kaśhiśh I|āī|eye , kālā mũh kar diyā .

52As soon as a man sees a woman, he is attracted and he dirties his face.

52Māyā baṛī duśhtar hai .

53Maya is very powerful.

53Pratigyā kar aur phir girtē haĩ tō kitnā sau guṇā daṇḍ paṛ jātā hai .

54They make a promise and then fall. 55So, one hundred-fold punishment is then accumulated.

54Vah tō jaisē śhūdra samān patit hō gayā .

56It is like becoming as impure as a shudra.

55Gāyā bhī huā hai - amr̥it pīkar phir bāhar mē̃ jāē dūsrō̃ kō satātē thē . 56Gand kartē thē .

57It has been remembered: After drinking nectar, they would go outside and harass others by performing dirty actions.

57Tālī dō hāth sē bajtī hai . 58Ēk sē tō baj na sakē . 59Dōnō̃ kharāb hō jātē .

58You need two hands to clap; you can't clap with one hand; both become spoilt.

60Phir kōī tō samāchār dētē haĩ , kōī phir lajjā K|kē mārē samāchār hī nahī̃ dētē .

59Then, some give their news, whereas others, because of being too ashamed, don't give their news.

61Samajhtē haĩ kahā̃ brāhmaṇ kul mē̃ nām badnām na hō jāē .

60They feel that their names would be defamed in the Brahmin clan.

62Yuddha mē̃ kōī hārtē haĩ tō hāhākār hō jātā hai . 63Arē itnē baṛē pahalvān kō bhī girā diyā  !

61When someone is defeated in a fight, there is a lot of sound spread around that such a strong wrestler was defeated.

64Aisē bahut accident hōtē haĩ .

62Many such accidents take place.

65Māyā thappaṛ mārtī hai , bahut baṛī mañjil hai nā .

63Maya slaps them. 64The destination is very high.

66Ab tum bachchē samjhātē hō jō satōpradhān gōrē thē , vahī kām chitā par baiṭhnē sē kālē tamōpradhān banē haĩ .

65You children now explain that those who were satopradhan and beautiful became ugly and tamopradhan by sitting on the pyre of lust.

67Rām kō bhī kālā banātē haĩ .

66Rama has been portrayed as dark blue.

68Chitra tō bahutō̃ K|kē kālē banātē haĩ .

67They make dark blue pictures of many of them.

69Parantu mukhya key|kī bāt samjhāī jātī hai .

68However, only the names of the main ones are used to explain to you.

70Yahā̃ bhī rāmachandra kā kālā chitra hai , unsē pūchhnā chāhiē - kālā kyō̃ banāyā hai  ?

69Here, too, they have a dark blue picture of Ramachandra. 70Ask them: Why have you made the picture dark blue?

71Kah dēgē yah tō īśhvar kī bhāvī .

71They reply: This is the will of God.

72Yah tō chaltā ātā hai .

72This has continued from time immemorial.

73Kyō̃ hōtā , kyā hōtā - yah kuchh nahī̃ jāntē .

73They don’t know why this happens or even what happens.

74Ab tumkō bāp samjhātē haĩ kām chitā par baiṭhnē sē patit duḥkhī worth not A penny ban jātē haĩ .

74The Father is now explaining to you: By sitting on the pyre of lust, you became impure and unhappy and not worth a penny.

75Vah hai nirvikārī duniyā . 76Yah hai vikārī duniyā .

75That is a viceless world and this is a vicious world.

77Tō aisē-aisē samjhānā chāhiē . 78Yah sūryavanśhī , yah chandravanśhī phir vaiśhya vãnśhī bannā hī hai .

76Explain in this way: This is the sun dynasty and that is the moon dynasty. 77Then, you have to become part of the merchant dynasty.

79Vām mārg mē̃ ānē sē phir vah dēvtā nahī̃ kahlātē .

78By going onto the path of sin, they are no longer called deities.

80Jagat nāth kē mandir mē̃ ūpar mē̃ dēvtāō̃ kā kul dikhātē haĩ .

79In the Jagadnath Temple, they have shown the deity clan up above.

81Dress dēvtāō̃ kī hai , activity baṛī gandī dikhātē haĩ .

80Their dress is that of deities but their activity is portrayed as being very dirty.

82Bāp jin bātō̃ par attention khiñchvātē haĩ , dhyān dēnā chāhiē .

81Pay attention to the things that the Father draws your attention to.

83Mandirō̃ mē̃ bahut service hō saktī hai .

82A great deal of service can be done at the temples.

84Śhrīnāth dvārē mē̃ bhī samjhā saktē haĩ .

83You can explain at the Shrinath Temple too.

85Pūchhnā chāhiē inkō kālā kyō̃ banāyā hai  ?

84Ask them: Why have you made these images dark blue?

86Yah samjhānā tō bahut achchhā hai .

85It is very good to explain this.

87Vah hai golden age , yah hai iron age . 88Kaṭ chaṛh jātī hai nā .

86That is the golden age and this is the iron age when souls become rusty.

89Abhī tumhārī kaṭ utar rahī hai .

87Your rust is now being removed.

90Jō yād hī nahī̃ kartē tō kaṭ bhī nahī̃ utartī .

88The rust of those who don't stay in remembrance is not removed.

91Bahut kaṭ chaṛhī huī hōgī tō usē purānī duniyā key|kī kaśhiśh hōtī rahēgī .

89When souls are covered with a lot of rust, they are very much attracted to the old world.

92Sabsē baṛī kaṭ chaṛhtī hī hai vikārō̃ sē .

90The greatest rust of all is vice (lust).

93Patit bhī unsē banē haĩ .

91It is because of vice that souls have become impure.

94Apnī jāñch karnī hai - hamārī buddhi criminal taraph tō nahī̃ jātī .

92Check yourselves to see that your intellects do not become criminal.

95Achchhē-achchhē first class bachchē bhī fail hō paṛtē haĩ .

93Even very good, first-class children fail in this.

96Abhī tum bachchō̃ kō yah samajh milī hai . 97Mukhya bāt hai hī pavitratā key|kī .

94You children have now received the understanding that the main aspect is purity.

98Śhurū sē lēkar is par hī jhagaṛē|jhagṛē chaltē āyē haĩ .

95There has been a great deal of fighting due to this from the beginning.

99Bāp nē hī yah yukti rachī - sab kahtē thē ham gyān amr̥it pīnē jātē haĩ .

96The Father created a tactic for this. 97Everyone used to say that they were going to drink the nectar of this knowledge.

100Gyān amr̥it hai hī gyān sāgar kē pās .

98Only the Ocean of Knowledge has the nectar of this knowledge.

101Śhāstra paṛhnē sē tō kōī patit sē pāvan ban nahī̃ saktē .

99No one can become pure from impure by studying the scriptures.

102Pāvan ban phir pāvan duniyā mē̃ jānā hai .

100Souls have to become pure and then go to that pure world.

103Yahā̃ pāvan ban phir kahā̃ jāyēṅgē  ?

101After becoming pure, where can you go from here?

104Lōg samajhtē haĩ phalānē nē mōkṣh kō pāyā .

102People believe that so-and-so attained eternal liberation.

105Unkō kyā patā , agar mōkṣh kō pā liyā phir tō unkā kriyākarma ādi bhī nahī̃ kar saktē .

103What do they know? 104If someone had attained eternal liberation, you couldn't carry out the ceremonies for the departure of that soul.

106Yahā̃ jyōt ādi jagātē haĩ ki unkō kōī taklīph na hō . 107Andhiyārē mē̃ ṭhōkarē̃ na khāyē̃ .

105Here, people keep a lamp ignited so that that soul won't have any difficulty or stumble in the dark.

108Ātmā tō ēk śharīr chhōṛ dūsrā jākar lētī hai , ēk second key|kī bāt hai .

106A soul goes and takes another body in a matter of just a second.

109Andhiyārā phir kahā̃ sē āyā  ?

107How could there be darkness for a soul?

110Yah rasm chalī ātī hai , tum bhī kartē thē , ab kuchh nahī̃ kartē hō .

108That system has continued. 109You too used to do that, but you don't do it anymore.

111Tum jāntē hō śharīr tō miṭṭī hō gayā .

110You know that the body merged with the dust.

112Vahā̃ aisī rasm-rivāj hōtī nahī̃ .

111There, they don't have such customs and systems.

113Ājkal riddhi-siddhi key|kī bātō̃ mē̃ kuchh rakhā nahī̃ hai .

112Now, there is nothing in occult powers etc.

114Samjhō kōī kō paṅkh ā jātē haĩ , uṛnē lagtē haĩ - phir kyā , ussē phāydā kyā milēgā  ?

113For instance, even if someone has wings and begins to fly, so what? 114What benefit would there be in that?

115Bāp tō kahtē haĩ mujhē yād karō tō vikarma vināśh hōṅgē .

115The Father says: Remember Me and your sins will be absolved.

116Yah yōg agni hai , jissē patit sē pāvan banē̃gē .

116This is the fire of yoga through which you become pure from impure.

117Knowledge sē dhan miltā hai .

117You receive wealth through this knowledge.

118Yōg sē ever healthy pavitra , gyān sē ever wealthy dhanvān bantē haĩ .

118Through yoga you become everhealthy and pure, and through this knowledge you become everwealthy.

119Yōgī key|kī āyu hamēśhā baṛī hōtī hai . 120Bhōgī kī cum|kam .

119The lifespan of a yogi is always longer than that of a bhogi (one who indulges in sensual pleasures).

121Śhrīkr̥iṣhṇa kō yōgēśhvar kahtē haĩ .

120Shri Krishna is called Yogeshwar.

122Īśhvar key|kī yād sē kr̥iṣhṇa banā hai , unkō svarg mē̃ yōgēśhvar nahī̃ kahē̃gē .

121He became Krishna by remembering God. 122He isn't called Yogeshwar in heaven.

123Vah tō prince hai .

123He is a princethen.

124Past janm mē̃ aisā karma kiyā hai , jissē yah banā hai .

124He performed such actions in his past birth that he became Krishna.

125Karma-akarma-vikarma kī gati bhī bāp nē samjhāī hai .

125The Father has explained to you the deep philosophyof action, neutral action and sinful action.

126Ādhākalp hai rām rājya , ādhākalp hai rāvaṇ rājya .

126For half a cycle, there is the kingdom of Rama, and for half a cycle, there is the kingdom of Ravan.

127Vikār mē̃ jānā - yah hai sabsē baṛā pāp .

127To indulge in vice is the biggest sin.

128Sab bhāī-bahan haĩ nā .

128You are all brothers and sisters.

129Ātmāyē̃ sab bhāī haĩ .

129All souls are brothers.

130Bhagvān key|kī santān hōkar phir criminal assault kaisē kartē haĩ .

130You are the children of God, so how can there be criminal assault?

131Ham be|B . K|kē . vikār mē̃ jā nahī̃ saktē .

131We BKs cannot indulge in vice.

132Is yukti sē hī pavitra rah saktē haĩ .

132It is only by using this tactic that you can remain pure.

133Tum jāntē hō abhī rāvaṇ rājya khatm hōtā hai phir har ēk ātmā pavitra ban jātī hai .

133You know that the kingdom of Ravan is now coming to an end. 134All souls will then become pure.

134Uskō kahā jātā hai - ghar-ghar mē̃ sōjharā .

135This is known as having light in every home.

135Tumhārī jyōt jagī huī hai .

136Your lights have now been ignited.

136Gyān kā tīsrā nētra milā hai .

137Each of you has received a third eye of this knowledge.

137Satyug mē̃ sab pavitra hī rahtē haĩ .

138In the golden age everyone is pure.

138Yah bhī tum abhī samajhtē hō .

139It is only at this time that you understand this.

139Dūsrō̃ kō samjhānē key|kī bachchō̃ mē̃ number-vār tākat rahtī hai .

140You children have numberwise strength in explaining to others.

140Number-vār yād mē̃ rahtē haĩ .

141You stay in remembrance, numberwise.

141Rājdhānī kaisē sthāpan hōtī hai , kōī key|kī buddhi mē̃ yah nahī̃ hōgā .

142How the kingdom is established doesn't enter anyone's intellect.

142Tum sēnā hō nā .

143You are an army.

143Jāntē hō yād K|kē bal sē pavitra ban ham rājā rānī ban rahē haĩ .

144You know that you are becoming pure with the power of remembrance and that you will then become kings and queens.

144Phir dūsrē janm mē̃ golden spoon in mouth hōgā .

145In your next birth, you will have a golden spoon in your mouth.

145Baṛā imtahān pās|pass karnē vālē martabā bhī baṛā pātē haĩ .

146Those who pass a higher examination claim a higher status.

146Fark paṛtā hai nā , jitnī paṛhāī utnā sukh .

147There is a difference; you receive happiness according to how much you study.

147Yah tō bhagvān paṛhātē haĩ .

148God is teaching you.

148Yah naśhā chaṛhā huā rahnā chāhiē .

149Therefore, you should constantly have that intoxication.

149Chōbchīnī ( tākat kā māl ) miltā hai .

150You are receiving nourishing food now.

150Bhagvān bigar aisā bhagvān-bhagvatī kaun banāyēṅgē .

151No one but God can make you into gods and goddesses.

151Tum abhī patit sē pāvan ban rahē hō phir janma-janmāntar kē liē sukhī ban jāyēṅgē . 152Ūñch pad pāyēṅgē .

152You are now becoming pure from impure. 153You will then claim a high status and remain happy for birth after birth.

153Paṛhtē-paṛhtē phir gandē ban jātē haĩ .

154While studying, some of you become dirty.

154Dēh-abhimān mē̃ ānē sē phir gyān kā tīsrā nētra band hō jātā hai .

155By becoming body conscious, your third eye of this knowledge closes.

155Māyā baṛī jabardast hai .

156Maya is very powerful.

156Bāp khud kahtē haĩ baṛī mēhnat hai .

157The Father Himself says: It does take a lot of effort.

157Maĩ kitnī mēhnat kartā hū̃ - brahmā K|kē tan mē̃ ākar .

158I enter the body of Brahma and make so much effort!

158Lēkin samajhkar phir bhī kah dētē aisē thōṛēhī hō saktā hai , śhivbābā ākar paṛhātē haĩ - ham nahī̃ māntē .

159Some of them understand this and then ask the question: How is it possible for Shiv Baba to come and teach us? 160I don't believe it.

159Yah chālākī hai .

161This is their own cleverness.

160Aisē bhī bōl dētē haĩ .

162They simply speak in that way.

161Rājāī tō sthāpan hō hī jāyēgī .

163However, the kingdom will be established anyway.

162Kahtē haĩ nā sach key|kī bēṛī hiltī hai parantu ḍūbtī nahī̃ .

164It is said: The boat of truth may rock, but it will never sink.

163Kitnē vighna paṛtē haĩ .

165There are so many obstacles.

164Achchhā  !

166Achcha.

165Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē nūrē ratna , śhyām sē sundar bannē vālī ātmāō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā dil va jān , sik va prēm sē yād-pyār aur good morning .

167To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, who are the light of the eyes, to you souls who are becoming beautiful from ugly, love, remembrance and Good morning from the depths of the heart from the Mother, the Father, BapDada.

166Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

168The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

167Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

169Essence for dharna:

1681 ) yōg key|kī agni sē vikārō̃ key|kī kaṭ ( junk ) kō utārnā hai .

1701. Remove the rust of vice with the fire of yoga.

169Apnī jāñch karnī hai ki hamārī buddhi criminal taraph tō nahī̃ jātī hai  ?

171Check yourself to see whether your intellect is becoming criminal or not.

1702 ) niśhchaybuddhi bannē kē bād phir kabhī kisī bhī bāt mē̃ sanśhay nahī̃ uṭhānā hai .

1722. Having developed a faithful intellect, don't have doubts about anything.

171Vikarmō̃ sē bachnē kē liē kōī bhī karma apnē svadharm mē̃ sthit hōkar bāp kī yād mē̃ karnā hai .

173In order to save yourself from performing sinful actions, always perform every action after first stabilising in your original religion and in remembrance of the Father.

Blessing

172Vardān  : śhrēṣhṭh pālnā key|kī vidhi dvārā vr̥iddhi karnē vālē sarv key|kī badhāīyō̃ K|kē pātr bhav

174Blessing: May you become worthy of receiving blessings from everyone and experience growing with an elevated method of sustenance.

173Saṅgamyug badhāiyō̃ sē hī vr̥iddhi pānē kā yug hai .

175The confluence age is the age to grow with congratulations.

174Bāp key|kī , parivār key|kī badhāiyō̃ sē hī āp bachchē pal rahē hō .

176You children are being sustained with congratulations from the Father and the family.

175Badhāīyō̃ sē hī nāchtē , gātē , paltē , uṛtē jā rahē hō .

177It is with these congratulations that you dance, sing, are sustained and fly.

176Yah pālnā bhī wonderful hai .

178This sustenance is wonderful.

177Tō āp bachchē bhī baṛī dil sē , rahm key|kī bhāvnā sē , dātā bankar her|har ghaṛī ēk dō kō bahut achchhā , bahut achchhā kah badhāīyā̃ dētē rahō - yahī pālnā key|kī śhrēṣhṭh vidhi hai .

179You children become bestowers with big hearts and feelings of mercy and continue to give congratulations to one another at every moment, saying “Very good, very good”. 180This is an elevated way of giving sustenance.

178Is viddhi sē sarv key|kī pālnā kartē rahō tō bandhāiyō̃ K|kē pātr ban jāyēṅgē .

181Continue to sustain everyone in this way and you will become worthy of receiving congratulations.

Slogan

179Slōgan  : apnā saral svabhāv banā lēnā - yahī samādhān svarūp bannē key|kī sahaj vidhi hai .

182Slogan: To make your nature very easy is the easiest way to become an embodiment of solutions.

183*** Om Shanti ***

180Mātēśhvarī jī K|kē anmōl mahāvākya - «  puruṣhārth aur prālabdh kā banā huā anādi drama ' '

184Invaluable elevated versions of Mateshwariji 185The eternal drama created is of effort and reward.

181Mātēśvarīḥ puruṣhārth aur prālabdh dō chīzē̃ haĩ , puruṣhārth sē prālabdh bantī hai .

186Mateshwari: Effort and reward are two things. 187A reward is created by the efforts made.

182Yah anādi sr̥iṣhṭi kā chakra phirtā rahtā hai , jō ādi sanātan bhāratvāsī pūjya thē , vahī phir pujārī banē̃ phir vahī pujārī puruṣhārth kar pūjya banē̃gē , yah utarnā aur chaṛhnā anādi drama kā khēl banā huā hai .

188This eternal cycle continues to turn. 189The original eternal residents of Bharat were worthy of worship and then became worshippers. 190Then those same worshippers will make effort and become worthy of worship. 191The play of the eternal drama of the rise and fall is predestined.

183Jijñāsūḥ mātēśhvarī , mērā bhī yah praśhna uṭhtā hai ki jab yah drama aisā banā huā hai tō phir agar ūpar chaṛhnā hōgā tō āpēhī chaṛhē̃gē phir puruṣhārth karnē kā phāydā hī kyā huā  ?

192Seeker: Mateshwari, I have this question. 193Since this drama is predestined in this way, then, if I am going to rise, it will happen automatically. 194So what is the benefit of making effort?

184Jō chaṛhē̃gē phir bhī girē̃gē phir itnā puruṣhārth hī kyō̃ karē̃  ?

195Those who rise will then fall. 196So, why then should we make so much effort?

185Mātēśhvarī , āpkā kahnā hai ki yah drama hūbahū repeat hōtā hai tō kyā almighty paramātmā sadā aisē khēl kō dēkh khud thaktā nahī̃ hai  ?

197Mateshwari, you say that the drama repeats identically, so then, does Almighty God not get tired of watching such a play?

186Jaisē 4 r̥tuō̃ mē̃ sardī , garmī ādi kā phark rahtā hai tō kyā is khēl mē̃ phark nahī̃ paṛēgā  ?

198Just as there is a difference in the four seasons such as winter, spring, summer and autumn, is there any difference in this play?

187Mātēśvarīḥ bas , yahī tō khūbī hai is drama key|kī , hūbahū repeat hōtā hai aur is drama mē̃ aur bhī khūbī hai jō repeat hōtē huē bhī nitya nayā lagtā hai .

199Mateshwari: This is the uniqueness of this drama; it repeats identically. 200Another speciality of this drama is that, although it repeats, it feels new every day.

188Pahlē tō apnē kō bhī yah śhikṣhā nahī̃ thī , lēkin jab knowledge milī hai tō jō jō bhī second by second chaltā hai , bhal hūbahū kalp pahlē vālā chaltā hai parantu jab unkō sākṣhī hō dēkhtē haĩ tō nitya nayā samajhtē haĩ .

201At first, we did not have these teachings, but when we received this knowledge, we knew that every second that passes, second by second, is exactly as in the previous cycle, but we feel it to be new every day when we observe it as a detached observer.

189Abhī sukh duḥkh dōnō̃ key|kī pahchān mil gayī isliē aisē nahī̃ samajhnā agar fail hōnā hī hai tō phir paṛhē hī kyō̃  ?

202We have now received the understanding of both happiness and sorrow, so we mustn’t then think that since we are going to fail, why should we study?

190Nahī̃ , phir tō aisē bhī samajhē̃ agar khānā milnā hōgā tō āpēhī milēgā , phir itnī mēhnat kar kamātē hī kyō̃ hō  ?

203No. 204In that case, you could also think that if you are going to get food, you will receive it automatically. 205So, why are you then making so much effort to earn something?

191Vaisē ham bhī dēkh rahē haĩ ab chaṛhtī kalā kā samay āyā hai , vahī dēvtā gharānā sthāpan hō rahā hai tō kyō̃ na abhī hī vō sukh lē lēvē̃ .

206In fact, I am seeing that now the time of ascent has come and that same deity dynasty is being established, so why should we not take that happiness now?

192Jaisē dēkhō ab kōī judge bannā chāhtā hai tō jab puruṣhārth karēgā tab us degree kō hā̃sil karēgā nā .

207For instance, if someone wants to become a judge, then it is only when he makes some effort that he will receive a degree.

193Agar usmē̃ fail hō gayā tō mēhnat hī barbād hō jātī hai , parantu is avināśhī gyān mē̃ phir aisā nahī̃ hōtā , jarā bhī is avināśhī gyān kā vināśh nahī̃ hōtā .

208If he fails all effort would go to waste. 209However, it is not like that with this imperishable knowledge. 210This imperishable knowledge is not even slightly destroyed.

194Karkē itnā puruṣhārth na kar daivī royal gharānē mē̃ na bhī āvē parantu agar cum|kam puruṣhārth kiyā tō bhī us satyugī daivī prajā mē̃ ā saktē haĩ .

211Even if you do not make enough effort to go into the deity dynasty, if you have made less effort, you can become part of the golden-aged subjects.

195Parantu puruṣhārth karnā avaśhya hai kyōṅki puruṣhārth sē hī prālabdh banēgī , balihārī puruṣhārth key|kī hī gāī huī hai .

212However, it is essential to make effort because your reward is only created by making effort, and so the greatness is of the effort.

196 «  yah īśhvarīy knowledge sarv manuṣhya ātmāō̃ K|kē liyē hai ' '

213This Godly knowledge is for all human souls.

197Pahlē-pahlē tō apnē kō ēk mukhya point khyāl mē̃ avaśhya rakhnī hai , jab is manuṣhya sr̥iṣhṭi jhāṛ kā bīj rūp paramātmā hai tō us paramātmā dvārā jō knowledge prāpt hō rahī hai vō sab manuṣhyō̃ K|kē liyē jarūrī hai .

214First of all, we have to keep one main point in our awareness. 215Since God is the Seed of this human world tree, then this knowledge that we receive from God is essential for all human beings.

198Sabhī dharm vālō̃ kō yah knowledge lēnē kā adhikār hai .

216Those of all religions have a right to this knowledge.

199Bhal harēk dharm key|kī knowledge apnī-apnī hai , harēk kā śhāstra apnā-apnā hai , harēk key|kī mat apnī-apnī hai , harēk kā saṅskār apnā-apnā hai lēkin yah knowledge sabkē liyē haĩ .

217Although the knowledge of each religion is its own, their scriptures are their own, their opinions are their own, their sanskars are their own, nevertheless, this knowledge is for everyone.

200Bhal vō is gyān kō na bhī uṭhā sakē , hamārē gharānē mē̃ bhī na āvē parantu sabkā pitā hōnē kāraṇ unsē yōg lagānē sē phir bhī pavitra avaśhya banē̃gē .

218Even though they may not be able to take this knowledge and they don’t go into our dynasty, because that One is the Father of all, they will all definitely become pure by having yoga with Him.

201Is pavitratā K|kē kāraṇ apnē hī section mē̃ pad avaśhya pāyēṅgē kyōṅki yōg kō tō sabhī manuṣhya māntē haĩ , bahut manuṣhya aisē kahtē haĩ hamē̃ bhī mukti chāhiē , magar sajāō̃ sē chhūṭ mukt hōnē key|kī śhakti bhī is yōg dvārā mil saktī hai .

219Then, because of this purity, they will all definitely claim a status in their own section because all human beings believe in yoga. 220Many people say that they want eternal liberation, but it is only by having this yoga that you can receive the power to be liberated from being punished.

202Ōm śhānti .

221Achcha.

203Avyakt iśhārē - ab lagan key|kī agni kō prajvalit kar yōg kō jvālā rūp banāō

222Avyakt Signal: Now ignite the fire of love and make your yoga volcanic.

204Āp bachchō̃ kē pās pavitratā key|kī jō mahān śhakti hai , yah śhrēṣhṭh śhakti hī agni kā kām kartī hai jō second mē̃ viśhva K|kē kichṛē kō bhasma kar saktī hai .

223You children have the elevated power of purity that will work like a fire to burn all the rubbish of the world in a second.

205Jab ātmā pavitratā key|kī sampūrṇ sthiti mē̃ sthit hōtī hai tō us sthiti K|kē śhrēṣhṭh saṅkalp sē lagan key|kī agni prajvalit hōtī hai aur kichṛā bhasma hō jātā hai , vāstav mē̃ yahī yōg jvālā hai .

224When you souls are able to stabilise in the stage of complete purity, all the rubbish will be burnt by that stage of your elevated thoughts in your ignited fire of love. 225In fact, this is the fire of yoga.

206Abhī āp bachchē apnī is śhrēṣhṭh śhakti kō kārya mē̃ lagāō .

226You children must now use this elevated power of yours.