बुधवार 24 सितंबर 2025 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

024-09-2025 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

024/09/25 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1' «  mīṭhē bachchē - bāp āyē haĩ tumhārī battery charge karnē , jitnā tum yād mē̃ rahē̃gē utnā battery charge hōtī rahēgī ' '

1Essence: Sweet children, the Father has come to charge your batteries. 2The more you stay in remembrance, the more your batteries will continue to be charged.

Question

2Praśhna  : tumhārī sach key|kī bēṛī ( nānv ) kō tūphān kyō̃ lagtē haĩ  ?

3Question: Why do storms come to your boat of truth?

Answer

3Uttar  : kyōṅki is samay artificial bahut nikal paṛē haĩ .

4Answer: It is because, at this time, there are many artificial people.

4Kōī apnē kō bhagvān kahtē , kōī riddhi-siddhi dikhātē , isliē manuṣhya sach kō parakh nahī̃ saktē .

5Some call themselves God and some show their occult power. 6This is why people are not able to recognise the truth.

5Sach key|kī bēṛī kō hilānē key|kī kōśhiśh kartē haĩ . 6Parantu tum jāntē hō ki hamārī sach key|kī nānv kabhī ḍūb nahī̃ saktī .

7They try to rock the boat of truth, but you know that your boat of truth can never sink.

7Āj jō vighna ḍāltē haĩ , vah kal samajhē̃gē ki sadgati kā rāstā yahā̃ hī milnā hai . 8Sabkē liē yah ēk hī haṭṭī hai .

8Those who create obstacles today will understand tomorrow that it is only here that they will find the path to salvation; that there is just this one shop for everyone.

Murli

9Ōm śhānti .

9Om shanti.

10Rūhānī bachchō̃ prati athavā rūhō̃ prati kyōṅki rūh athavā ātmā suntī hai kānō̃ dvārā .

10This is said to you children, you souls, spirits, because a spirit listens through his ears.

11Dhārṇā ātmā mē̃ hōtī hai .

11It is souls imbibe everything.

12Bāp key|kī ātmā mē̃ bhī gyān bharā huā hai .

12The Father’s soul is filled with this knowledge.

13Bachchō̃ kō ātma-abhimānī bannā hai is janm mē̃ .

13You children too have to become soul conscious in this birth.

14Bhakti mārg K|kē 63 janm , dvāpar yug sē tum dēh-abhimān mē̃ rahtē hō .

14From the copper age, you have been body conscious on the path of devotion for 63 births.

15Ātmā kyā hai , yah patā nahī̃ rahtā hai . 16Ātmā hai jarūr .

15Although you knew that there definitely were souls, you didn’t know what souls were.

17Ātmā hī śharīr mē̃ pravēśh kartī hai .

16It is a soul who enters a body.

18Duḥkh bhī ātmā kō hī hōtā hai .

17It is souls experience sorrow.

19Kahā bhī jātā hai patit ātmā , pāvan ātmā .

18It is said, "impure soul," or, "pure soul".

20Patit paramātmā kabhī nahī̃ sunā hai .

19You would never have heard, "impure Supreme Soul" said.

21Sarv K|kē andar paramātmā agar hōtā tō patit paramātmā hō jāē .

20If God were in everyone, “impure Supreme Soul” would be said.

22Tō mukhya bāt hai ātma-abhimānī bannā .

21So, the main thing is to become soul conscious.

23Ātmā kitnī chhōṭī hai , usmē̃ kaisē part bharā huā hai , yah kiskō bhī patā nahī̃ hai .

22No one knows how tiny souls are or how souls have their entire parts recorded in them.

24Tum tō naī bāt suntē hō .

23You are listening to something new.

25Yah yād kī yātrā bhī bāp hī sikhlātē haĩ , aur kōī sikhlā na sakē .

24Only the Father teaches you this pilgrimage of remembrance. 25No one else can teach it.

26Mēhnat bhī hai ismē̃ . 27Ghaṛī-ghaṛī apnē kō ātmā samajhnā hai .

26It repeatedly takes effort to consider yourself to be a soul.

28Jaisē dēkhō yah imarjēnsī light āī hai , jō battery par chaltī hai .

27You have that emergency light, which works with a battery.

29Iskō phir charge kartē haĩ .

28That is charged.

30Bāp hai sabsē baṛī power .

29The Father is the greatest power of all.

31Ātmāyē̃ kitnī ḍhēr haĩ .

30There are so many souls.

32Sabkō us power sē bharnā hai .

31They all have to be filled with power from that Power.

33Bāp hai sarvśhaktimān .

32The Father is the Almighty Authority.

34Ham ātmāō̃ kā unsē yōg nahī̃ hōgā tō battery charge kaisē hō  ?

33If we souls don’t have yoga with Him, how could our batteries be charged?

35Sārā kalp lagtā hai discharge hōnē mē̃ .

34It takes a whole cycle for your batteries to become discharged.

36Abhī phir battery kō charge karnā hōtā hai .

35The batteries have to be charged now.

37Bachchē samajhtē haĩ hamārī battery discharge hō gaī hai , ab phir charge karnī hai .

36You children understand that your batteries have become discharged and that they now have to be charged.

38Kaisē  ?

37How?

39Bābā kahtē haĩ mērē sē yōg lagāō .

38Baba says: Have yoga with Me.

40Yah tō bahut sahaj samajhnē key|kī bāt hai .

39This is something that can very easily be understood.

41Bāp kahtē haĩ mērē sāth buddhi yōg lagāō tō tumhārī ātmā mē̃ power bharkar satōpradhān ban jāyēgī .

40The Father says: When you souls connect your intellects in yoga with Me, you will be filled with power and become satopradhan.

42Paṛhāī tō hai hī kamāī .

41This study brings an income.

43Yād sē tum pāvan bantē hō . 44Āyu baṛī hōtī hai .

42You become pure by having remembrance and your lifespans increase.

45Battery charge hōtī hai .

43Your batteries become charged.

46Har ēk kō dēkhnā hai - kitnā bāp kō yād kartē haĩ .

44Each one of you has to check yourself as to how much you remember the Father.

47Bāp kō bhūl jānē sē hī battery discharge hōtī hai , kōī kā bhī sachchā connection nahī̃ hai .

45When you forget the Father, your battery becomes discharged. 46No one else has a true connection.

48Sachchā connection hai hī tum bachchō̃ kā .

47Only you children have a true connection.

49Bāp kō yād karnē bigar jyōt jagēgī kaisē  ?

48How can one's light be ignited without remembering the Father?

50Gyān bhī sirph ēk bāp hī dētē haĩ .

49Only the one Father gives you this knowledge.

51Tum jāntē hō gyān hai din , bhakti hai rāt .

50You know that this knowledge is the day and that devotion is the night.

52Phir rāt sē hōtā hai vairāgya , phir din śhurū hōtā hai .

51Then there is disinterest in the night and the day begins.

53Bāp kahtē haĩ rāt kō bhūlō , ab din kō yād karō .

52The Father says: Forget the night and remember the day.

54Svarg hai din , nark hai rāt .

53Heaven is the day and hell is the night.

55Tum bachchē ab chaitanya mē̃ hō , yah śharīr tō vināśhī hai .

54You children are now in living forms and those bodies are perishable.

56Miṭṭī kā bantā hai , miṭṭī mē̃ mil jātā hai .

55They are made of dust and will merge into the dust.

57Ātmā tō avināśhī hai nā . 58Bākī battery discharge hōtī hai .

56Souls are imperishable, but the batteries become discharged.

59Abhī tum kitnē samajhdār bantē hō .

57You are now becoming very sensible.

60Tumhārī buddhi chalī jātī hai ghar mē̃ . 61Vahā̃ sē ham āyē haĩ .

58Your intellects continue to go to the home where we came from.

62Yahā̃ sūkṣhmavatan kā tō mālūm paṛ gayā .

59We now know about the subtle region.

63Vahā̃ 4 bhujāyē̃ viṣhṇu key|kī dikhātē haĩ .

60Vishnu is portrayed there with four arms.

64Yahā̃ tō 4 bhujā hōtī nahī̃ .

61Human beings cannot have four arms.

65Yah kiskō bhī buddhi mē̃ nahī̃ hōgā ki brahmā-sarasvatī phir lakṣhmī-nārāyaṇ bantē haĩ , isliē viṣhṇu kō 4 bhujā dī haĩ .

62It doesn’t enter anyone’s intellect that Brahma and Saraswati then become Lakshmi and Narayan and that this is why Vishnu is given four arms.

66Sivāē bāp K|kē kōī samjhā na sakē .

63No one but the Father can explain these things.

67Ātmā mē̃ hī saṅskār bhartē haĩ .

64The soul is filled with these sanskars.

68Ātmā hī tamōpradhān sē phir satōpradhān bantī hai .

65It is the soul becomes satopradhan from tamopradhan.

69Ātmāyē̃ hī bāp kō pukārtī haĩ - ō bābā ham discharge hō gayē haĩ , ab āp āō , hamkō charge hōnā hai .

66All souls call out to the Father: O Baba, we have become discharged. 67Come now because we want to become charged.

70Ab bāp kahtē haĩ - jitnā yād karē̃gē utnā tākat āyēgī .

68The Father now says: The more you stay in remembrance, the more you will accordingly receive power.

71Bāp sē bahut lav|love hōnā chāhiē .

69You should have a lot of love for the Father.

72Bābā ham āpkē haĩ , āpkē sāth hī ghar jānē vālē haĩ .

70Baba, I belong to You. 71I will go back home with You.

73Jaisē piyar ghar sē sasurghar vālē lē jātē haĩ nā .

72It is just like the in-laws coming and taking the bride from her parents' home.

74Yahā̃ tumkō dō bāp milē haĩ , śhrr̥iṅgār karānē vālē .

73Here, you have now received two fathers to decorate you.

75Śhrr̥iṅgār bhī achchhā chāhiē arthāt sarvguṇ sampann bannā hai .

74The decoration has to be very good, which means that you have to become full of all virtues.

76Apnē sē pūchhnā hai , mērē mē̃ kōī avguṇ tō nahī̃ haĩ .

75Ask yourself: Do I have any defects?

77Mansā mē̃ bhal tūphān ātē haĩ , karmaṇā sē tō kuchh nahī̃ kartā hū̃  ?

76Although there may be storms in the mind, you have to check: Do I perform any wrong actions?

78Kiskō duḥkh tō nahī̃ dētā hū̃  ?

77Do I cause sorrow for anyone?

79Bāp hai duḥkh hartā , sukh kartā .

78The Father is the Remover of Sorrow and the Bestower of Happiness.

80Ham bhī sabkō sukh kā rāstā batātē haĩ .

79We also have to show everyone the path to happiness.

81Bābā bahut yuktiyā̃ batlātē rahtē haĩ .

80Baba continues to show you many ways to do this.

82Tum tō hō sēnā .

81You are the army.

83Tumhārā nām hī hai prajāpitā brahmākumār-kumāriyā̃ , kōī bhī andar āyē , pahlē-pahlē tō yē pūchhō ki kahā̃ sē āyē hō  ? 84Kiskē pās|pass āyē hō  ?

82Your name is, "Prajapita Brahma Kumars and Kumaris". 83Ask anyone who comes: From where did you come and to whom have you come?

85Kahē̃gē ham be|B . K|kē . kē pās āyē haĩ .

84They reply: We have come to the Brahma Kumars and Kumaris.

86Achchhā brahmā kaun hai  ?

85Achcha, who is Brahma?

87Prajāpitā brahmā kā nām kabhī sunā hai  ?

86Have you ever heard the name of Prajapita Brahma?

88Hā̃ prajāpitā K|kē tō tum bhī bachchē hō .

87Yes. 88You too are children of Prajapita Brahma.

89Prajā tō sab hō gayē nā .

89All are his people.

90Tumhārā bāp hai , tum sirph jāntē nahī̃ hō .

90He is your father too, but it's just that you don't know him.

91Brahmā bhī jarūr kisī kā bachchā hōgā nā .

91Brahma is definitely someone’s child too.

92Unkē bāp kā kōī śharīr tō dēkhnē mē̃ nahī̃ ātā hai .

92His Father (Shiv) has no body that He could be seen.

93Brahmā-viṣhṇu-śhaṅkar in tīnō̃ kē ūpar hai śhivbābā .

93Shiv Baba is higher than the three, Brahma, Vishnu and Shankar.

94Trimūrti śhiv kahā jātā hai tīnō̃ kā rachayitā .

94It is said, "Trimurti Shiva", because He is the Creator of all three.

95Ūpar mē̃ ēk śhivbābā , phir haĩ tīn . 96Jaisē sijarā hōtā hai nā .

95Shiv Baba is at the top and then there are the three, just like a genealogical tree.

97Brahmā kā bāp jarūr bhagvān hī hōgā .

96The Father of Brahma is definitely God.

98Vah hai ātmāō̃ kā pitā .

97He is the Father of all souls.

99Achchhā , phir brahmā kahā̃ sē āyā .

98Achcha, so where did Brahma come from?

100Bāp kahtē haĩ maĩ inmē̃ pravēśh kar , inkā nām rakhtā hū̃ brahmā .

99The Father says: I enter this one's body and name him Brahma.

101Tum bachchō̃ K|kē nām rakhē , tō inkā bhī nām rakhā brahmā .

100You children were also given names, and so he was named Brahma.

102Kahtē haĩ yah mērā divya alaukik janm haĩ .

101Baba says: This is My divine and alokik birth.

103Tum bachchō̃ kō tō adopt kartā hū̃ .

102I adopt you children.

104Bākī inmē̃ pravēśh kartā hū̃ phir tumkō sunātā hū̃ isliē yah hō gayē bāp-dādā .

103I enter this one's body and speak this knowledge to you. 104Therefore, we are BapDada.

105Jismē̃ pravēśh kiyā unkī ātmā tō hai nā . 106Unkē bājū mē̃ ākar baiṭhtā hū̃ .

105The body He enters has its own soul: I come and sit next to him.

107Dō ātmāō̃ kā part tō yahā̃ bahut chaltā hai .

106There are many cases where two souls play a part together.

108Ātmā kō bulātē haĩ tō ātmā kahā̃ ākar baiṭhēgī .

107When a soul is invoked, where would that soul come and sit?

109Jarūr brāhmaṇ K|kē bājū mē̃ ākar baiṭhēgī .

108That soul would definitely come and sit next to the brahmin priest.

110Yah bhī dō ātmāyē̃ haĩ bāp aur dādā .

109Here, too, there are two souls: Bap and Dada.

111Inkē liē bāp kahtē haĩ apnē janmō̃ kō nahī̃ jāntē hō .

110The Father said to this one: You don't know your own births.

112Tumkō bhī kahtē haĩ tum apnē janmō̃ kō nahī̃ jāntē thē .

111He also tells you: You didn't know your own births.

113Ab smr̥iti āī hai kalp-kalp 84 kā chakra lagāyā hai , phir vāpis jātē haĩ .

112You have now remembered that you go around the cycle of 84 births every cycle and that you then return home.

114Yah hai saṅgamyug . 115Ab transfer hōtē haĩ .

113This is now the confluence age when you are transferred.

116Yōg sē tum satōpradhān ban jāyēṅgē , battery charge hō jāyēgī .

114By having yoga, you become satopradhan and your batteries are charged.

117Phir satyug mē̃ ā jāyēṅgē .

115You then go to the golden age.

118Buddhi mē̃ sārā chakra phirtā rahtā hai .

116The whole cycle continues to turn around in your intellects.

119Detail mē̃ tō nahī̃ jā sakē̃gē .

117You cannot go into detail.

120Jhāṛ key|kī bhī āyu hōtī hai , phir sūkh jātā hai .

118There is the duration of a tree. 119It then becomes dry.

121Yahā̃ bhī sab manuṣhya jaisē sūkh gayē haĩ .

120Here, too, it is as though all human beings have dried up.

122Sab ēk-dō kō duḥkh dētē rahtē haĩ .

121Everyone continues to cause sorrow for one another.

123Abhī sabkā śharīr khalās hō jāyēgā .

122Everyone's body is now to be destroyed.

124Bākī ātmāyē̃ chalī jāyēṅgī .

123All souls will go back home.

125Yah gyān bāp K|kē sivāē kōī dē na sakē .

124No one but the Father can give you this knowledge.

126Bāp hī viśhva kī bādśhāhī dētē haĩ , unkō kitnā yād karnā chāhiē .

125Only the Father gives you sovereignty of the world. 126Therefore, you should remember Him so much.

127Yād mē̃ na rahnē sē māyā kā thappaṛ lag jātā hai .

127When you don't stay in remembrance, you are slapped by Maya.

128Sabsē kaṛā thappaṛ hai vikār kā .

128The hardest slap is for vice.

129Yuddha K|kē maidān mē̃ tum brāhmaṇ hī hō nā , tō tumkō hī tūphān āyēṅgē .

129Only you Brahmins are on the battlefield. 130Therefore, storms will also only come to you.

130Parantu kōī vikarma nahī̃ karnā hai .

131However, you mustn't perform any sinful actions.

131Vikarma kiyā tō hār khāī .

132When you perform sinful actions, you are defeated.

132Bābā sē pūchhtē haĩ yah karnā paṛtā hai .

133Bachchē taṅg kartē haĩ tō gussā ā jātā hai .

134Bachchō̃ kō achchhī rīti sambhālē̃gē nahī̃ tō kharāb hō jāyēṅgē .

135Kōśhiśh karkē thappaṛ nahī̃ lagāō .

136Śhrīkr̥iṣhṇa kē liē bhī dikhātē haĩ nā ōkhalī sē bāndhā .

137Rassī sē bāndhō , khānā na dō .

138Rō-rō kar ākhir kahē̃gē achchhā ab nahī̃ karē̃gē .

139Bachchā hai phir bhī karēgā , śhikṣhā dēnī hai .

140Bābā bhī bachchō̃ kō śhikṣhā dētē haĩ - bachchē , kabhī vikār mē̃ mat jānā , kul-kalaṅkit nahī̃ bannā .

133Baba teaches you children: Children, never indulge in vice. 134Don’t defame the name of the clan.

141Laukik mē̃ bhī kōī kapūt bachchā hōtā hai tō mā̃-bāp kahtē haĩ nā - yah kyā kālā mũh kartē hō .

135In a physical family, when a child is not worthy, the parents say: Why are you dirtying your face?

142Kul kō kalaṅk lagātē hō .

136You are defaming the name of the clan.

143Hār-jīt , jīt-hār , hōtē-hōtē ākhrīn jīt hō jāyēgī .

137After experiencing victory and defeat, defeat and victory, you will ultimately be victorious.

144Sach key|kī bēṛī ( nānv ) hai , tūphān bahut āyēṅgē kyōṅki artificial bahut nikal paṛē haĩ .

138This is the boat of truth. 139There will be many storms, because many artificial people have emerged.

145Kōī apnē kō bhagvān kahtē , kōī kyā kahtē haĩ .

140Some call themselves God and some call themselves something else.

146Riddhi-siddhi bhī bahut dikhātē haĩ . 147Sākṣhātkār bhī karātē haĩ .

141Many show their occult power; they even give visions.

148Bāp ātē hī haĩ sarv key|kī sadgati karnē .

142The Father comes to grant everyone salvation.

149Phir na tō yah jaṅgal rahēgā , na jaṅgal mē̃ rahnē vālē rahē̃gē .

143Neither this forest nor the residents of this forest will remain.

150Abhī tum hō saṅgamyug par , jāntē hō ki yah purānī duniyā kabristān huī paṛī hai .

144You are now at the confluence age. 145You know that this old world has now become a graveyard.

151Kōī marnē vālē sē dil thōṛēhī lagātē haĩ , yah duniyā tō gaī ki gaī .

146You mustn't attach your hearts to those who are going to die. 147This world is about to come to an end.

152Vināśh huā ki huā .

148Destruction is about to take place.

153Bāp ātē hī tab haĩ jab naī duniyā purānī hōtī hai .

149The Father only comes when the new world has become old.

154Bāp kō achchhī rīti yād karē̃gē tō battery charge hōgī .

150By remembering the Father very well, your batteries are charged.

155Bhal vāṇī tō bahut achchhī-achchhī chalātē haĩ . 156Parantu yād kā jauhar nahī̃ tō vah tākat nahī̃ rahtī hai . 157Jauhardār talvār nahī̃ .

151Some can relate this knowledge very well, but they don't have any power of yoga, so there isn't that strength; the sword isn't that powerful.

158Bāp kahtē haĩ yah kōī naī bāt nahī̃ hai .

152The Father says: This is nothing new.

1595 hazār varṣh pahlē bhī āyē thē .

153I came 5000 years ago too.

160Bāp pūchhtē haĩ āgē kab milē hō  ?

154The Father asks: Have we met previously?

161Tō kahtē haĩ kalp pahlē milē thē .

155Children reply: We met a cycle ago.

162Kōī phir kah dētē drama āpēhī puruṣhārth karāyēgā .

156Some then say that the drama itself will inspire them to make effort.

163Achchhā ab drama puruṣhārth karā rahā hai nā , tō karō .

157OK, the drama is now inspiring you to make effort. 158Therefore, do that.

164Ēk jagah baiṭh tō nahī jānā hai .

159Don't just sit down somewhere.

165Jinhōnnē kalp pahlē puruṣhārth kiyā hai , vah karē̃gē .

160Those who made effort in the previous cycle will do so again.

166Abhī tak jō āyē nahī̃ haĩ , vah ānē haĩ .

161Those who haven't yet come here will also come.

167Jō chaltē-chaltē bhāg gayē , śhādī ādi jākar key|kī , unkā bhī drama mē̃ part hōgā tō ākar phir puruṣhārth karē̃gē , jāyēṅgē kahā̃ .

162Those who were walking along this path and who then left and got married will also come back and make effort, if that is their parts in the drama. 163Where else could they go?

168Bāp kē pās hī sabkō pū̃chh laṭkānā paṛēgā .

164Everyone will have to come back to the Father, dangling their tails behind them.

169Likhā huā hai bhīṣhma-pitāmah ādi bhī ant mē̃ ātē haĩ .

165It is written that Bhishampitamai also came at the end.

170Abhī tō kitnā ghamaṇḍ hai phir vah ghamaṇḍ unhō̃ kā pūrā hō jāyēgā .

166At the moment, they have so much arrogance, but their arrogance will then end.

171Tum bhī her|har 5 hazār varṣh kē bād part bajātē hō , rājāī lētē hō , ganvātē hō .

167You play your parts every 5000 years; you claim the kingdom and then lose it.

172Din-pratidin centres baṛhtē jātē haĩ .

168Day by day, the number of centres is increasing.

173Bhārat-vāsī jō khās dēvī-dēvatāō̃ K|kē pujārī haĩ unkō samjhānā hai , satyug mē̃ dēvī-dēvtā dharm thā tō unkī pūjā kartē haĩ .

169You have to explain, particularly to the people of Bharat who worship the deities, that it used to be the deity religion in the golden age and that this is why their idols are worshipped now.

174Kriściyan lōg kāisṭa key|kī mahimā kartē , ham ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm key|kī mahimā kartē haĩ .

170Christians praise Christ, whereas they praise the original, eternal, deity religion.

175Vah kisnē sthāpan kiyā .

171Who established this religion?

176Vō lōg samajhtē haĩ kr̥iṣhṇa nē sthāpan kiyā tab unkī pūjā kartē rahtē .

172They believe that Krishna established it, and this is why they continue to worship him.

177Tumhārē mē̃ bhī number-vār haĩ .

173You are numberwise too.

178Kōī kitnī mēhnat kartē haĩ , kōī kitnī .

174Some make so much effort and some a little less.

179Dikhātē haĩ nā gōvardhan parvat kō aṅgulī par uṭhā liyā .

175A mountain is portrayed being lifted by everyone lending a finger.

180Abhī yah purānī duniyā hai , sab chīzō̃ sē tākat nikal gaī hai .

176This world has now become old and everything has lost its strength.

181Sōnā bhī khāniyō̃ sē nahī̃ nikaltā hai , svarg mē̃ tō sōnē K|kē mahal bantē haĩ , abhī tō government taṅg hō jātī hai kyōṅki karjā dēnā paṛtā hai .

177They can't even find gold in the mines. 178In heaven, there are palaces of gold, whereas the Government now is irritated because it has to settle its debts.

182Vahā̃ tō athāh dhan hai . 183Dīvārō̃ mē̃ bhī hīrē-javāharāt lagē rahtē haĩ .

179There is plenty of wealth there; the walls are studded with diamonds and jewels.

184Hīrō̃ key|kī jaṛat kā śhauk rahtā hai .

180People are very keen on having everything studded with diamonds.

185Vahā̃ dhan key|kī kamī hai nahī̃ .

181There is no lack of wealth there.

186Kārūn kā khajānā rahtā hai .

182There are plenty of treasures there.

187Allāh avaldīn kā ēk khēl dikhātē haĩ .

183A play about Aladdin and his magic lamp is performed.

188Ṭhakā karnē sē mahal nikal ātē haĩ .

184Just by the lamp being rubbed, a whole palace emerges.

189Yahā̃ bhī divya-dr̥iṣhṭi milnē sē svarg mē̃ chalē jātē haĩ .

185Here, too, as soon as you receive a divine vision, you go to heaven.

190Vahā̃ prince-princess kē pās murlī ādi sab chīzē̃ hīrō̃ kī rahtī haĩ .

186There, you see the princes and princesses with diamond studded things, like flutes etc.

191Yahā̃ tō kōī aisī chīz pahankar baiṭhē tō lūṭkar lē jāyēṅgē .

187If anyone were to wear such ornaments here, they would be looted.

192Chūrā mār kar bhī lē jāyēṅgē .

188That person would even be stabbed and robbed.

193Vahā̃ yah bātē̃ hōtī nahī̃ .

189Such things don't exist there.

194Yah duniyā hī baṛī purānī gandī hai .

190This world is very old and dirty.

195In lakṣhmī-nārāyaṇ key|kī duniyā tō vāh-vāh thī .

191The world of Lakshmi and Narayan was very wonderful and beautiful.

196Hīrō̃-javāharātō̃ K|kē mahal thē .

192There were palaces studded with diamonds and jewels.

197Akēlē tō nahī̃ hōṅgē nā .

193They wouldn't be on their own there.

198Uskō kahā jātā thā svarg , tum jāntē hō barōbar ham svarg K|kē mālik thē .

194That was called heaven. 195You know that you truly were the masters of heaven.

199Hamnē yē sōmnāth kā mandir banāyā thā .

196We built the temple in Somnath.

200Yah samajhtē haĩ - ham kyā thē phir bhakti mārg mē̃ kaisē mandir banākar pūjā kī .

197You understand what you were, and how, on the path of devotion, you then built temples and performed worship.

201Ātmā kō apnē 84 janmō̃ kā gyān hai .

198You souls have this knowledge of your 84 births.

202Kitnē hīrē-javāharāt thē , vah sab kahā̃ gayē .

199There were so many diamonds and jewels; where did they all go?

203Āhistē-āhistē sab khalās hōtē gayē .

200Gradually, everything finished.

204Musalmān āyē , itnā tō lūṭkar lē gayē jō kabrō̃ mē̃ jākar hīrē lagāyē , tāj mahal ādi banāyā .

201A lot was looted by the Muslims and they placed diamonds on the tombs, and built the Taj Mahal etc.

205Phir British government vahā̃ sē khōdkar lē gaī . 206Abhī tō kuchh bhī nahī̃ hai .

202The British Government came and dug them out and took them away and nothing now remains.

207Bhārat beggar hai , karjā hī karjā lētē rahtē haĩ .

203Bharat is now a beggar and continues to incur debts.

208Anāj , chīnī ādi kuchh nahī̃ miltā .

204You can't obtain grain, sugar or anything.

209Ab viśhva kō badalnā hai .

205The world now has to change.

210Parantu unsē pahlē ātmā key|kī battery kō satōpradhān banānē liē charge karnā hai .

206However, before that, in order to make the batteries of you souls satopradhan, you have to be charged.

211Bāp kō yād jarūr karnā hai .

207You definitely do have to remember the Father.

212Buddhi kā yōg bāp kē sāth hō , unsē hī tō varsā miltā hai .

208Your intellects must be connected in yoga to the Father. 209It is from Him that you receive your inheritance.

213Māyā key|kī ismē̃ hī laṛāī hōtī hai .

210It is in this that Maya battles with you.

214Āgē in bātō̃ kō tum thōṛēhī samajhtē thē . 215Jaisē dūsrē vaisē tum thē .

211Previously, you didn't understand these things; you were just like the rest.

216Tum abhī hō saṅgamyugī aur vah sab haĩ kaliyugī .

212You are now at the confluence age, whereas everyone else is in the iron age.

217Manuṣhya kahē̃gē inhō̃ kō tō jō ātā hai sō kahtē rahtē haĩ .

213People say that you continue to say whatever enters your heads.

218Lēkin samjhānē key|kī yuktiyā̃ bhī hōtī haĩ nā .

214However, there are tactics you can use to explain to them.

219Dhīrē-dhīrē tumhārī vr̥iddhi hōtī jāyēgī .

215Gradually, the number of you will grow.

220Abhī bābā baṛī university khōl rahē haĩ .

216Baba is now opening a big university.

221Ismē̃ samjhānē kē liē chitra tō chāhiē nā .

217Pictures are needed to explain there.

222Āgē chalkar tumhārē pās|pass yah sab chitra translight K|kē ban jāyēṅgē jō phir tumkō samjhānē mē̃ bhī sahaj hō .

218As you progress further, you will have all of these pictures made in a "translight" form. 219Then, it will be very easy for you to explain.

223Tum jāntē hō ham apnī bādśhāhī phir sē sthāpan kar rahē haĩ , bāp kī yād aur gyān sē .

220You know that you are establishing your sovereignty once again by having remembrance of the Father and His knowledge.

224Māyā bīch mē̃ bahut dhōkhā dētī hai .

221Maya comes in between and deceives you a great deal.

225Bāp kahtē haĩ dhōkhē sē bachtē rahō .

222The Father says: Continue to save yourselves from being deceived.

226Yuktiyā̃ tō batlātē rahtē haĩ .

223He continues to show you many methods for this.

227Mukh sē sirph itnā bōlō ki bāp kō yād karō tō tumhārē vikarma vināśh hōṅgē aur tum yah lakṣhmī-nārāyaṇ ban jāyēṅgē .

224Simply tell them: Remember the Father and your sins will be absolved. 225You will then become like this Lakshmi and Narayan.

228Yah baizēs ādi bhagvān nē khud banāyē haĩ , tō inkā kitnā kadar hōnā chāhiē .

226God, Himself, has had these badges etc. made. 227Therefore, you should value them so much.

229Achchhā .

228Achcha.

230Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

229To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and Good morning from the Mother, the Father, BapDada.

231Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

230The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

232Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

231Essence for dharna:

2331 ) sarv guṇō̃ sē apnā śhrr̥iṅgār karnā hai , kabhī kisī kō duḥkh nahī̃ dēnā hai .

2321. Decorate yourself with all the virtues. 233Never cause sorrow for anyone.

234Sabkō sukh kā rāstā batānā hai .

234Show everyone the path to happiness.

2352 ) sārī duniyā kabristān huī paṛī hai isliē issē dil nahī̃ lagānī hai .

2352. The whole world has become like a graveyard, so don't attach your heart to it.

236Smr̥iti rahē ki abhī ham transfer hō rahē haĩ , hamē̃ tō naī duniyā mē̃ jānā hai .

236Always remain aware that you are now being transferred because you have to go to the new world.

Blessing

237Vardān  : māyā vā vighnō̃ sē safe rahnē vālē bāpdādā key|kī chhatrachhāyā K|kē adhikārī bhav

237Blessing: May you have a right to BapDada’s canopy of protection and thereby stay constantly safe from Maya and obstacles.

238Jō bāpdādā K|kē sikīladhē lāḍlē haĩ unhē̃ bāpdādā key|kī chhatrachhāyā adhikār rūp mē̃ prāpt hōtī hai . 239Jis chhatrachhāyā mē̃ māyā K|kē ānē key|kī tākat nahī̃ .

238Those who are BapDada’s long-lost and now-found, beloved children have a right to BapDada’s canopy of protection, and Maya doesn’t have the power to come under it.

240Vah sadā māyā par vijayī ban jātē haĩ .

239Such children become constantly victorious over Maya.

241Yah yād rūpī chhatrachhāyā sarv vighnō̃ sē safe kar dētī hai .

240The canopy of protection in the form of remembrance keeps you safe from all obstacles.

242Kisī bhī prakār kā vighna chhatrachhāyā mē̃ rahnē vālē kē pās ā nahī̃ saktā .

241No type of obstacle can come to those who stay under the canopy of protection.

243Chhatrachhāyā mē̃ rahnē vālō̃ kē liē muśhkil sē muśhkil bāt bhī sahaj hō jātī hai .

242For those who stay under the canopy of protection, the most difficult things of all becomes easy.

244Pahāṛ samān bātē̃ rūī K|kē samān anubhav hōtī haĩ .

243Situations as big as a mountain would be experienced to be like cotton wool.

Slogan

245Slōgan  : prabhū priya , lōk priya aur svayã priya bannē kē liē santuṣhṭatā kā guṇ dhāraṇ karō .

244Slogan: In order to be loved by God, by people and by yourself, imbibe the virtue of contentment.

245*** Om Shanti ***

246Avyakt iśhārē - ab lagan key|kī agni kō prajvalit kar yōg kō jvālā rūp banāō

246Avyakt Signal: Now ignite the fire of love and make your yoga volcanic.

247Viśhēṣh yād kī yātrā kō powerful banāō , gyān-svarūp K|kē anubhavī banō .

247Especially make the pilgrimage of remembrance powerful. 248Become experienced in being an embodiment of this knowledge.

248Āp śhrēṣhṭh ātmāō̃ key|kī śhubh vr̥itti va kalyāṇ key|kī vr̥itti aur śhaktiśhālī vātāvaraṇ anēk taṛaptī huī , bhaṭaktī huī , pukār karnē vālī ātmāō̃ kō ānand , śhānti aur śhakti key|kī anubhūti karāyēgī .

249The pure and benevolent attitude of you elevated souls and the powerful atmosphere will give the experience of bliss, peace and power to the desperate, wandering souls who are calling out.