रविवार 5 अक्टूबर 2025 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
005-10-25 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' revise 03-03-07 madhuban 1Paramātma saṅg mē̃ , gyān kā gulāl , guṇ aur śhaktiyō̃ kā raṅg lagānā hī sachchī hōlī|holy manānā hai
005/10/25 Madhuban Avyakt BapDada Om Shanti 03/03/2007 1To apply the red colour of this knowledge and the colour of the virtues and powersof God’s company is to celebrate the true Holi.
2Āj bāpdādā apnē luckiest aur holiest bachchō̃ sē hōlī|holy manānē āyē haĩ .
2Today, BapDada has come to celebrate Holi with His luckiest and holiest children.
3Duniyā vālē tō kōī bhī utsav sirph manātē haĩ lēkin āp bachchē sirph manātē nahī̃ , manānā arthāt bannā .
3People of the world simply celebrate this festival, whereas you children don’t only celebrate it - to celebrate means to become that.
4Tō āp hōlī|holy arthāt pavitra ātmāyē̃ ban gayē .
4So you have become holy, that is, pure souls.
5Āp sabhī kaun see|sī|C ātmāyē̃ hō ?
5What type of souls are all of you?
6Hōlī|holy arthāt mahān pavitra ātmāyē̃ .
6You are holy, that is, greatly pure souls.
7Duniyā vālē tō śharīr kō sthūl raṅg sē raṅgtē haĩ lēkin āp ātmāō̃ nē ātmā kō kaun sē raṅg mē̃ raṅgā hai ?
7People of the world simply colour their bodies with physical colours, but what colour have you souls coloured yourselves with?
8Sabsē achchhē tē achchhā raṅg kaunsā hai ?
8Which is the best colour of all?
9Avināśhī raṅg kaunsā hai ?
9Which colour is imperishable?
10Āp jāntē hō , āp sabnē paramātma saṅg kā raṅg ātmā kō lagāyā jissē ātmā pavitratā K|kē raṅg mē̃ raṅg gaī .
10You know that you have coloured your souls with the colour of God’s company; through that you souls have been coloured with the colour of purity.
11Yah paramātma saṅg kā raṅg kitnā mahān aur sahaj hai isliē paramātma saṅg kā mahatva abhī ant mē̃ bhī satsaṅg kā mahatva hōtā hai .
11This colour of God’s company is so great and easy that, even now, at the end, people give importance to God’s company; they give importance to the satsang (Company of the Truth).
12Satsaṅg kā arth|earth hī hai paramātma saṅg mē̃ rahnā , jō sabsē sahaj aur ūñchē tē ūñchā hai , aisē saṅg mē̃ rahnā muśhkil hai kyā ?
12The meaning of “satsang” is to stay in God’s company, which is the easiest of all. 13Is it difficult to remain in His company, in the company of the Highest on High?
13Aur is saṅg K|kē raṅg mē̃ rahnē sē jaisē paramātmā ūñchē tē ūñchā hai vaisē āp bachchē bhī ūñchē tē ūñchē pavitra mahān ātmāyē̃ pūjya ātmāyē̃ ban gaī .
14Just as God is the Highest on High, so by being coloured with the colour of this company you children too become the highest-on-high, pure, great souls, worthy-of-worship souls.
14Yah avināśhī saṅg kā raṅg pyārā lagtā hai nā !
15You love the colour of this imperishable company, do you not?
15Duniyā vālē kitnā prayatna kartē haĩ param ātmā kā saṅg tō chhōṛō sirph yād karnē mē̃ bhī kitnī mēhnat kartē haĩ .
16People of the world make so much effort; let alone God’s company, they make so much effort even just to have remembrance.
16Lēkin āp ātmāō̃ nē bāp kō jānā , dil sē kahā « mērā bābā ' ' .
17However, you souls know the Father, and you said with your hearts, “My Baba”.
17Bāp nē kahā « mērē bachchē ' ' aur raṅg lag gayā .
18The Father said, “My children”, and you were coloured.
18Bāp nē kaun sā raṅg lagāyā ?
19With which colour did the Father colour you?
19Gyān kā gulāl lagāyā , guṇō̃ kā raṅg lagāyā , śhaktiyō̃ kā raṅg lagāyā , jis raṅg sē āp tō dēvtā ban gayē lēkin ab kaliyug ant tak bhī āpkē pavitra chitra dēv ātmāō̃ K|kē rūp mē̃ pūjē jātē haĩ . 20Pavitra ātmāyē̃ bahut bantē haĩ , mahān ātmāyē̃ bahut bantē haĩ , dharm ātmāyē̃ bahut bantē haĩ lēkin āpkī pavitratā , dēv ātmāō̃ K|kē rūp mē̃ ātmā bhī pavitra bantī aur ātmā kē sāth śharīr bhī pavitra bantā hai .
20He coloured you with the red colour (gulal – red powder specially used for worship). 21He coloured you with virtues and with powers with the colour of which you became deities, so that, even now, at the end of the iron age, your pure images are worshipped in the form of deity souls. 22Many become pure souls, many become great souls and righteous souls, but your purity in the form of deities is such that you souls become pure and your bodies also become pure.
21Itnī śhrēṣhṭh pavitratā banī kaisē ?
23How did you have such elevated purity?
22Sirph saṅg K|kē raṅg sē .
24Simply with the colour of the Company.
23Āp sabhī phalak sē kahtē hō , agar kōī āp bachchō̃ sē pūchhē , paramātmā kahā̃ rahtā hai ?
25All of you speak with intoxication when someone asks you children where God is.
24Paramdhām mē̃ tō hai hī lēkin abhī saṅgam mē̃ paramātmā āpkē sāth kahā̃ rahtā hai ?
26Of course He is in the supreme abode, but now, at the confluence age, where does God stay with you?
25Āp kyā javāb dēgē ?
27What response would you give?
26Paramātmā kō abhī ham pavitra ātmāō̃ kā diltakhta hī achchhā lagtā hai .
28Now, God only likes the heart throne of us pure souls. 29It is like that, is it not?
27Aisē hai nā ? 28Āpkē dil mē̃ bāp rahtā , āp bāp K|kē dil mē̃ rahtē .
30The Father stays in your hearts and you stay in the Father’s heart.
29Jō rahtā hai vah hāth uṭhāō . 30Rahtē haĩ ?
31Those who stay in His heart, raise your hands!
31 ( sabhī nē hāth uṭhāyā ) achchhā .
32Do you? 33Achcha.
32Bahut achchhā .
34Very good.
33Falak sē kahtē hō paramātmā kō mērē dil K|kē sivāē aur kahā̃ achchhā nahī̃ lagtā hai kyōṅki combined rahtē hō nā !
35You say with intoxication that God doesn’t like any place other than your heart, because you remain combined.
34Combined rahtē hō ?
36You do remain combined, do you not?
35Kaī bachchē combined kahtē huē bhī sadā bāp key|kī company kā lābh nahī̃ lētē haĩ .
37Some children say that they remain combined, but they do not always take the benefit of the Father’s company.
36Companion tō banā liyā hai , pakkā hai .
38You have made Him your Companion, and that is firm.
37Mērā bābā kahā tō companion tō banā liyā lēkin her|har samay company kā anubhav karnā , ismē̃ antar paṛ jātā hai .
39You said, “My Baba!”, and so you made Him your Companion, but there is a difference between that and experiencing His company at every moment.
38Ismē̃ bāpdādā dēkhtē haĩ number-vār phāydā uṭhātē haĩ .
40BapDada sees that in this you take benefit numberwise.
39Kāraṇ kyā hōtā ? 40Āp sabhī achchhī tarah sē jāntē hō .
41All of you know very well what the reason for that is.
41Bāpdādā nē pahlē bhī sunāyā hai agar dil mē̃ rāvaṇ key|kī kōī purānī jāydād , purānē saṅskār K|kē rūp mē̃ rah gaī hai tō rāvaṇ key|kī chīz parāī chīz hō gaī nā !
42BapDada has told you earlier too: If any of Ravan’s old property, in the form of old sanskars, still remains in your heart, then those things belonging to Ravan are not yours, they belong to someone else.
42Parāī chīz kō kabhī bhī apnē pās|pass rakhā nahī̃ jātā hai . 43Nikāl diyā jātā hai .
43You would never keep something with you that doesn’t belong to you; you would get rid of it.
44Lēkin bāpdādā nē dēkhā hai , rūhrihān mē̃ suntē bhī haĩ ki bachchē kyā kahtē , bābā maĩ kyā karū̃ , mērē saṅskār hī aisē haĩ .
44However, BapDada has seen and He also hears in the heart-to-heart conversations what the children say: “Baba, what can I do? 45My sanskars are like that.”
45Kyā yah āpkē haĩ , jō kahtē hō mērē saṅskār ?
46Are they your sanskars that you are saying, “My sanskars”?
46Yah kahnā right hai ki mērē purānē saṅskār haĩ , mērī nature hai , right hai ?
47Is it right to say, “It is my old sanskar and my old nature.”
47Right hai ?
48Is it right?
48Jō samajhtē haĩ right hai vah hāth uṭhāō .
49Those who think it is right to say this, raise your hands!
49Kōī nahī̃ uṭhātā .
50None of you are raising your hand.
50Tō kahtē kyō̃ hō ?
51So, why do you say it?
51Galatī|galtī sē kah dētē hō ?
52Is it that you say it by mistake?
52Jab marjīvā ban gayē , āpkā abhī surname kyā hai ?
53Since you have died alive, what is your surname now?
53Purānē janm kā surname hai vā be|B . K|kē . kā surname hai ?
54Do you have the surname of your past birth or is your surname B.K.?
54Apnā surname kyā likhtē hō ?
55What do you write as your surname?
55Be|B . K|kē . yā phalānā , phalānā … ?
56B.K. or So-and-so? 57So-and-so?
56Jab marjīvā ban gayē tō purānē saṅskār mērē saṅskār kaisē huē ?
58Since you have died alive, how can the old sanskars be yours?
57Yah purānē tō parāyē saṅskār huē .
59The old sanskars belong to someone else.
58Mērē tō nahī̃ huē nā !
60They are not yours.
59Tō is hōlī|holy mē̃ kuchh tō jalāyēṅgē nā !
61So, at this Holi, you will burn something, will you not?
60Hōlī|holy jalātē bhī haĩ aur raṅg bhī lagātē haĩ , tō āp sabhī is hōlī|holy par kyā jalāyēṅgē ?
62At Holi, something is burnt and they also colour something, and so what will all of you burn at this Holi?
61Mērē saṅskār , yah apnē brāhmaṇ jīvan key|kī dictionary sē samāpt karnā .
63“My sanskars.” 64Remove this from the dictionary of Brahmin life.
62Jīvan bhī ēk dictionary hai nā !
65Life is also a dictionary, is it not?
63Tō abhī kabhī svapn mē̃ bhī yah nahī̃ sōchnā , saṅkalp key|kī tō bāt hī chhōṛō lēkin purānē saṅskār kō mērē saṅskār mānnā , yah svapn mē̃ bhī nahī̃ sōchnā .
66So, now, never, even in your dreams, let alone in your thoughts, should you think, don’t ever think even in your dreams that the old sanskars are your sanskars.
64Ab tō jō bāp K|kē saṅskār vah āpkē saṅskār , sabhī kahtē hō nā hamārā lakṣhya hai bāp samān bannā .
67Now, whatever the Father’s sanskars are, they are your sanskars. 68All of you say, do you not, that your aim is to become equal to the Father?
65Tō sabhī nē apnē dil mē̃ dr̥iṛh saṅkalp key|kī yah pratigyā apnē sē key|kī ?
69So, have you all made this promise to yourselves with this determined thought in your hearts?
66Galatī|galtī sē bhī mērā nahī̃ kahnā .
70Never say “mine” even by mistake.
67Mērā-mērā kahtē hō nā , tō jō purānē saṅskār haĩ vah phāydā uṭhātē haĩ .
71When you say “mine, mine”, those old sanskars take advantage of it.
68Jab mērā kahtē hō tō vah baiṭh jātē haĩ , nikaltē nahī̃ haĩ .
72When you say “mine” they settle down with you; they don’t go away.
69Bāpdādā sabhī bachchō̃ kō kis rūp mē̃ dēkhnā chāhtē haĩ ?
73In which form does BapDada wish to see all of you? 74You know this and you also accept it.
70Jāntē tō hō , māntē bhī hō . 71Bāpdādā har ēk bachchē kō bhrakuṭī K|kē takhtnaśhīn , svarājya adhikārī rājā bachchā , adhīn bachchā nahī̃ , rājā bachchā , controlling power , ruling power , master sarvśhaktivān svarūp mē̃ dēkh rahē haĩ .
75BapDada wishes to see each child seated on the throne of the forehead, to be a sovereign-child who has a right to self-sovereignty, not a dependent child; He is seeing you as one who is a sovereign-child, one who has controlling power and ruling power and is a master almighty authority. 76In what form do you see yourselves?
72Āp apnā kaun sā rūp dēkhtē ?
77It is in this form, is it not?
73Yahī nā , rājya adhikārī hō nā !
78You are masters of yourselves, are you not?
74Adhīn tō nahī̃ haĩ nā ?
79You are not dependent, are you?
75Adhīn ātmāō̃ kō āp sabhī adhikārī banānē vālē hō .
80All of you are the ones who make all the souls who are dependent into those who have a right.
76Ātmāō̃ kē ūpar merciful ban adhīn sē unhō̃ kō bhī adhikārī banānē vālē hō .
81You are the ones who are merciful towards souls who are dependent and you make them into those who have a right.
77Tō āp sabhī hōlī|holy manānē āyē hō nā ?
82So, all of you have also come here to celebrate Holi, have you not?
78Bāpdādā kō bhī khuśhī hai ki sabhī snēh K|kē vimān dvārā pahuñch gayē , sabhī kē pās vimān hai nā !
83BapDada is also pleased that all of you have come here in the viman of love. 84All of you have this viman, do you not? 85Do you have this viman?
79Bāpdādā nē her|har brāhmaṇ kō janmatē hī man K|kē vimān key|kī gift dī|the .
86As soon as you took birth, BapDada gave each Brahmin a birthday gift of a viman of the mind.
80Tō sabhī kē pās man kā vimān hai ?
87So, do all of you have a viman of the mind?
81Vimān mē̃ petrol ṭhīk hai ?
88You are raising your hands very well for this.
82Paṅkh ṭhīk haĩ ?
89It is OK? 90Is the petrol OK?
83Start karnē kā ādhār ṭhīk hai ?
91Are the wings OK? 92Is the key to start it OK?
84Check kartē hō ?
93Do you check these things?
85Aisā vimān jō tīnō̃ lōkō̃ mē̃ second mē̃ jā saktā hai .
94It is such a viman that it can travel to the three worlds in a second.
86Agar himmat aur umaṅg-utsāh K|kē dōnō̃ paṅkh yathārth haĩ tō ēk second mē̃ start hō saktā hai .
95If both the wings of courage and zeal and enthusiasm are fine, then it can start in a second.
87Start karnē key|kī chābī kyā hai ?
96What is the key to start it?
88Mērā bābā .
97“My Baba”.
89Mērā bābā kahō tō man jahā̃ pahuñchnā chāhē vahā̃ pahuñch saktā hai .
98As soon as you say “My Baba”, your mind will reach wherever you want it to reach.
90Dōnō̃ paṅkh ṭhīk hōnē chāhiē .
99Both wings have to be fine.
91Himmat kabhī nahī̃ chhōṛnī hai .
100You must never let go of courage.
92Kyō̃ ?
101Why?
93Bāpdādā kā vāydā hai , vardān hai , āpkē himmat kā ēk kadam aur hajār kadam madad bāp key|kī .
102BapDada’s promise and blessing is: When you take one step of courage, the Father will help you with a thousand steps.
94Chāhē kaisā bhī kaṛā saṅskār hō , himmat kabhī nahī̃ hārō .
103No matter how strong a sanskar may be, never lose courage.
95Kāraṇ ?
104Why?
96Sarvśhaktivān bāp madadgār hai aur combined hai , sadā hāzir hai .
105The Almighty Authority Father is your Helper and you are combined; so He is ever present.
97Āp himmat sē sarvśhaktivān combined bāp kē ūpar adhikār rakhō aur dr̥iṛh rahō , hōnā hī hai , bāp mērā , maĩ bāp kī hū̃ , yah himmat nahī̃ bhūlō .
106Just keep a right over the Almighty Authority, the combined Father with courage and remain firm. 107“It has to happen, the Father is mine and I belong to the Father”; never forget this courage.
98Tō kyā hōgā ?
108What will happen then?
99Jō kaisē karū̃ , yah saṅkalp uṭhtā hai vah kaisē śhabda badal aisē hō jāyēgā .
109When you think, “How should I do this?” (kaise), it will change and instead become, “Do it like this.” (aise).
100Kaisē karū̃ , kyā karū̃ , nahī̃ .
110Let it not be, “How can I do this? 111What can I do?”
101Aisē huā hī paṛā hai .
112No. 113It is already accomplished in this way.
102Sōchtē hō , kartē tō haĩ , hōgā , hōnā tō chāhiē , bāp madad tō dēgā . . . .
114You think, “I am doing this, it will happen, it has to happen, the Father will of course help.”
103Huā hī paṛā hai , bāp bandhā huā hai , dr̥iṛh niśhchaybuddhi vālē kō madad dēnē kē liē .
115It is already accomplished, and the Father is bound to give help to those whose intellect have firm faith.
104Sirph rūp thōṛā change kar dētē hō , bāp kē ūpar hak rakhtē hō lēkin rūp change kar dētē hō .
116It is just that you change that form a little. 117You claim a right over the Father, but you change its form.
105Bābā āp tō madad karē̃gē nā !
118“Baba, You will help, will you not?
106Āp tō bandhē huē hō nā !
119You are bound to do so, are you not?”
107Tō nā lagā dētē hō .
120You add “Will you not?”
108Niśhchaybuddhi , niśhchit vijay huī paṛī hai kyōṅki bāpdādā nē her|har bachchē kō janmatē hī vijay kā tilak mastak mē̃ lagāyā hai .
121For those whose intellects have faith, victory is guaranteed, because BapDada gave every child a tilak of victory on their foreheads as soon as they took birth.
109Dr̥iṛhtā kō apnē tīvr puruṣhārth key|kī chābī banāō .
122Make determination the key to your intense effort.
110Plan bahut achchhē banātē hō .
123You make very good plans.
111Bāpdādā jab rūhrihān suntē haĩ , rūhrihān bahut himmat key|kī kartē hō , plan bhī baṛē powerful banātē hō lēkin plan kō jab practical mē̃ kartē hō tō plain|plane buddhi hōkē nahī̃ kartē hō .
124When BapDada hears the heart-to-heart conversations, you then have a lot of courage in those, and you also make powerful plans, but when you make those plans practical, you don’t do that with a plain intellect.
112Usmē̃ thōṛā sā kartē tō haĩ , hōnā tō chāhiē . . . yah svayã mē̃ niśhchay kē sāth saṅkalp nahī̃ , lēkin west|waste saṅkalp mix kar dētē hō .
125In that, you put a little “should” there… 126“It should happen.” 127These are not thoughts of faith in yourselves, because you mix waste thoughts into them.
113Abhī samay K|kē pramāṇ plain|plane buddhi ban saṅkalp kō sākār rūp mē̃ lāō .
128Now, according to the time, you have to become those with plain intellects and make your thoughts practical.
114Zarā bhī kamjōr saṅkalp emerge nahī̃ karō .
129Do not let weak thoughts emerge even slightly.
115Smr̥iti rakhō ki abhī ēk bār nahī̃ kar rahē haĩ , anēk bār kiyā huā sirph repeat kar rahē haĩ .
130Have this awareness: We are not doing this for the first time; we have done it many times and are now simply repeating it.
116Yād karō kitnī bār kalp-kalp vijayī banē haĩ !
131Just remember how many times you have become victorious every cycle.
117Anēk bār K|kē vijayī haĩ , vijay anēk kalp kā janm siddha adhikār hai .
132You are victorious many times over, and victory is your birthright for many cycles.
118Is adhikār sē niśhchaybuddhi ban dr̥iṛhtā key|kī chābī lagāō , vijay āp brāhmaṇ ātmāō̃ K|kē binā kahā̃ jāyēgī !
133Become those whose intellect have faith with this right and use the key of determination. 134Where would victory go without you Brahmin souls?
119Vijay āp brāhmaṇō̃ kā janm siddha adhikār hai , galē key|kī mālā hai .
135Victory is the birthright of you Brahmin souls; it is the garland around your necks. 136You have this intoxication, do you not?
120Naśhā hai nā ?
137Do you have this intoxication?
121Hōgā , nahī̃ hōgā , nahī̃ .
138Not that you think, “Will it happen or not?”
122Huā hī paṛā hai .
139It is already accomplished.
123Itnē niśhchaybuddhi ban her|har kārya karō , vijay niśhchit hai hī .
140Perform every task with this much faith in your intellects; victory is guaranteed.
124Aisē niśhchaybuddhi ātmāyē̃ , yahī naśhā rakhō ki vijay hai hī , hai yā nahī̃ , hai hī .
141You are souls whose intellect have such faith; you are that. 142Do not think, “Am I victorious or not?”
125Yahī naśhā rakhō .
143You are.
126Thē , haĩ aur hōṅgē .
144Just have this intoxication.
127Tō aisē hōlī|holy hō nā !
145You were, you are and you will be.
128Holiest tō hō hī .
146So, you are such holy souls, are you not?
129Tō gyān K|kē gulāl key|kī hōlī|holy bāpdādā sē khēl lī , abhī aur kyā khēlē̃gē ?
147You are the holiest. 148So, you have played the Holi of the gulal (red colour) of BapDada’s knowledge.
130Bāpdādā nē dēkhā ki sabhī kō majority umaṅg-utsāh bahut achchhā ātā hai , yah kar lē̃gē , yah kar lē̃gē , yah hō jāyēgā .
149What more will you play? 150BapDada has seen that the majority of you all have very good zeal and enthusiasm: “We will do this, we will do that, this will happen.”
131Bāpdādā bhī baṛē khuśh hōtē haĩ lēkin yah umaṅg-utsāh sadā emerge rahē , kabhī-kabhī merge hō jātā hai , kabhī emerge hō jātā hai .
151BapDada is also very pleased, but this zeal and enthusiasm needs to remain constantly emerged. 152However, it sometimes becomes merged, and it emerges sometimes.
132Merge nahī̃ hō jāē , emerge hī rahē kyōṅki pūrā saṅgamyug hī āpkā utsav hai .
153Let it not become merged; let it remain emerged because the whole confluence is a festival for you.
133Vō tō kabhī-kabhī utsav isīliē manātē haĩ , kyōṅki bahut samay tension mē̃ rahtē haĩ nā , tō samajhtē haĩ utsāh mē̃ nāchē̃ , gāyē̃ , khāyē̃ , tō change hō jāē .
154Those people only celebrate a festival sometimes, because they remain in tension a lot of the time, and so they therefore think that they should dance, sing and eat with festivity and that it would be a change for them.
134Lēkin āp lōgō̃ kē pās tō her|har second nāchnā aur gānā hai hī . 135Āp sadā man mē̃ khuśhī sē nāchtē rahtē hō nā !
155However, you sing and dance every second. 156You constantly continue to dance in happiness in your mind, do you not? 157Or, don’t you?
136Ki nahī̃ !
158Do you dance?
137Nāchtē haĩ , nāchnā ātā hai khuśhī mē̃ ?
159Do you know how to dance in happiness?
138Nāchnā ātā hai ?
160You know how to dance.
139Jiskō ātā hai vah hāth uṭhāō .
161Those who know how to dance, raise your hands!
140Nāchnā ātā hai , achchhā .
162You know how to dance. 163Good.
141Ātā hai tō mubārak hō .
164Congratulations if you know how to dance.
142Tō sadā nāchtē rahtē hō yā kabhī kabhī ?
165So, do you constantly dance or only sometimes?
143Bāpdādā nē is varṣh kā homework diyā thā , dō śhabda kabhī nahī̃ sōchnā , sometime , something .
166BapDada gave you homework for this year: Never think these two words: ‘Sometimes’, ‘Something’.
144Vah kiyā hai ?
167Have you done that?
145Ki abhī bhī sam-ṭāim hai ?
168Or, is there still ‘Sometimes’?
146Sometime , something khatm .
169Let ‘Sometimes’, ‘Something’ now finish.
147Is nāchnē mē̃ thaknē key|kī tō kōī bāt hī nahī̃ hai .
170There is no question of getting tired from dancing.
148Chāhē lēṭē rahō , chāhē kām karō , chāhē paidal karō , chāhē baiṭhō , khuśhī kā dance tō kar hī saktē hō aur bāp K|kē prāptiyō̃ kā gīt bhī gā saktē hō .
171Whether you are lying down, doing work, walking or sitting, you can perform this dance of happiness and you can also sing songs of the attainments you have received from the Father.
149Gīt bhī ātā hai nā , yah gīt tō sabhī kō ātā hai .
172You know the song, do you not? 173Everyone knows this song.
150Mukh kā gīt tō kiskō ātā hai kiskō nahī̃ ātā hai lēkin bāp K|kē prāptiyō̃ kā , bāp K|kē guṇō̃ kā gīt vah tō sabkō ātā hai nā .
174Some may know songs of words and others may not, but everyone knows the song of the attainments, and the virtues of the Father.
151Tō bas her|har din utsav hai , her|har ghaṛī utsav hai , aur sadā nāchō aur gāō aur kām tō diyā hī nahī̃ hai .
175So, every day is a festival, every moment is a festival. 176Constantly dance and sing; Baba hasn’t given you any other work to do.
152Yahī dō kām haĩ nā - nāchō aur gāō .
177This is the only work you have to do: dance and sing.
153Tō enjoy karō .
178So, enjoy yourselves.
154Bōjh kyō̃ uṭhātē ?
179Why do you carry a burden?
155Enjoy karō , nāchō gāō bas .
180Enjoy yourselves, sing and dance, that is all.
156Achchhā .
181Achcha.
157Hōlī|holy tō manā lī nā !
182You have celebrated Holi, have you not?
158Abhī raṅg key|kī hōlī|holy bhī manāyēṅgē ?
183Now, will you also play Holi with colours?
159Achchhā āpkō hī tō bhakta copy karē̃gē nā !
184Achcha, the devotees will copy you, will they not?
160Āp bhagvān kē sāth hōlī|holy khēltē hō tō bhakta bhī hōlī|holy kōī na kōī āp dēvtāō̃ kē sāth khēltē rahtē haĩ .
185You play Holi with God and so the devotees also play Holi with one or other of you deities.
161Achchhā .
186Achcha.
162Āj kaī bachchō̃ K|kē email bhī āyē haĩ , patra bhī āyē haĩ , phone bhī āyē haĩ , jō bhī sādhan haĩ ussē hōlī|holy key|kī mubārak bhējī hai .
187Today, some children have sent e-mails, letters, and they have phoned. 188Whatever facilities are available, they have sent greetings for Holi in those ways.
163Bāpdādā kē pās tō jab saṅkalp kartē haĩ nā tabhī pahuñch jātā hai .
189The moment you think of sending it, it reaches BapDada.
164Lēkin chārō̃ ōr K|kē bachchē viśhēṣh yād kartē haĩ aur kiyā hai , bāpdādā bhī her|har bachchē kō padam padam duāyē̃ aur padamguṇā dil key|kī yādpyār return mē̃ har ēk kō nām sahit viśhēṣhtā sahit dē rahē haĩ .
190However, all of you children everywhere are especially remembering; you had remembered Baba. 191BapDada is also giving every child multimillionfold blessings and love and remembrance from His heart in return, to each one personally by name and speciality.
165Jab sandēśhī jātī hai nā tō har ēk apnē-apnē taraph key|kī yādē̃ dētē haĩ . 166Jinhōnnē nahī̃ bhī dī hō nā , bāpdādā kē pās pahuñch gaī haĩ .
192When a trance messenger goes to Baba, each one gives his or her remembrance individually, and even for those who haven’t sent any remembrance through the trance messenger, it still reaches BapDada.
167Yahī tō paramātma pyār key|kī viśhēṣhtā hai .
193This is the speciality of God’s love.
168Yah ēk-ēk din kitnā pyārā hai .
194Each of these days is so lovely.
169Chāhē gānv mē̃ haĩ , chāhē bahut baṛē-baṛē śhaharō̃ mē̃ haĩ , gānv vālō̃ key|kī bhī yād sādhan na hōtē huē bhī bāp kē pās pahuñch jātī hai kyōṅki bāp kē pās spiritual sādhan tō bahut haĩ nā !
195Whether you are in villages or big cities, the remembrance of even those who are in the villages reaches the Father, even though they don’t have the facilities because the Father has many spiritual facilities.
170Achchhā .
196Achcha.
171Ājkal K|kē jamānē mē̃ doctors kahtē haĩ davāī chhōṛō , exercise karō , tō bāpdādā bhī kahtē haĩ ki yuddha karnā chhōṛō , mēhnat karnā chhōṛō , sārē din mē̃ 5-5 minute man key|kī exercise karō .
197In today’s world, doctors tell everyone to stop taking medicine and to exercise instead. 198BapDada also says: Stop battling, stop labouring, and, throughout the whole day, exercise your mind for five minutes every now and then.
172One minute mē̃ nirākārī , one minute mē̃ ākārī , one minute mē̃ sab tarah K|kē sēvādhārī , yah man key|kī exercise 5 minute key|kī sārē din mē̃ bhinn-bhinn time karō .
199Become incorporeal for one minute, become angelic for one minute, become an all-round server for one minute. 200Do this exercise of the mind throughout the whole day for five minutes each time.
173Tō sadā tandarūst rahē̃gē , mēhnat sē bach jāyēṅgē .
201Then you will remain ever-healthy and be saved from labouring.
174Hō saktā hai nā !
202This is possible, is it not?
175Madhuban vālē hō saktā hai ?
203Those from Madhuban?
176Madhuban hai foundation , madhuban kā vibration chārō̃ ōr na chāhtē bhī pahuñch jātā hai .
204Madhuban is the foundation and the vibrations of Madhuban reach everywhere automatically.
177Madhuban mē̃ kōī bhī bāt hōtī hai nā , tō sārē bhārat mē̃ , jagah-jagah mē̃ dūsrē din pahuñch jātī hai .
205When something happens in Madhuban, it reaches the different places of the whole of Bharat, the very next day.
178Madhuban mē̃ aisē kōī sādhan lagē huē haĩ , kōī bāt nahī̃ chhiptī , achchhī bhī tō puruṣhārth key|kī bhī .
206There are so many facilities available in Madhuban that nothing remains hidden, whether it is good or something of effort.
179Tō madhuban jō karēgā vah vibration svataḥ aur sahaj phailēgā .
207So, whatever Madhuban does, those vibrations will spread everywhere automatically and easily.
180Pahlē madhuban nivāsī west|waste thoughts kā stop karē̃ , hō saktā hai ?
208First, the residents of Madhuban should stop waste thoughts. 209Is this possible? 210Is it?
181Hō saktā hai ? 182Yah āgē-āgē baiṭhēhaĩ nā !
211All of you are sitting in the front, are you not?
183Madhuban nivāsī hāth uṭhāō .
212Madhuban residents, raise your hands!
184Tō madhuban nivāsī āpas mē̃ kōī aisā plan banāō west|waste khatm .
213So, you Madhuban residents have to make a plan among yourselves to finish all waste.
185Bāpdādā yah nahī̃ kahtē haĩ ki saṅkalp hī band karō . 186West|waste saṅkalp finish .
214BapDada is not telling you to end your thoughts, but to finish all waste thoughts.
187Phāydā tō hai nahī̃ . 188Parēśhānī hī hai .
215There is no benefit in them, only distress.
189Hō saktā hai ?
216Is it possible?
190Jō madhuban nivāsī samajhtē haĩ āpas mē̃ meeting karkē yah karē̃gē , vah hāth uṭhāō .
217Those of you Madhuban residents who feel that you will have a meeting among yourselves and do this, raise your hands!
191Karē̃gē , karnā hai tō lambā hāth uṭhāō .
218If you feel that you will do it, that you have to do it, then raise your hands high!
192Dō-dō hāth uṭhāō .
219Raise both hands!
193Mubārak hō .
220Congratulations!
194Bāpdādā dil sē duāyē̃ dē rahē haĩ .
221BapDada is giving you congratulations from His heart.
195Mubārak dētē haĩ .
222Congratulations!
196Himmat hai madhuban vālō̃ mē̃ , jō chāhē vah kar saktē haĩ .
223Those from Madhuban have courage and can do whatever they want.
197Karā bhī saktē haĩ .
224You can make others do it too.
198Madhuban key|kī bahanē̃ bhī haĩ , bahanē̃ hāth uṭhāō .
225There are also the sisters of Madhuban. 226Sisters, raise your hands!
199Baṛā hāth uṭhāō .
227Raise your hands high!
200Meeting karnā .
228Have a meeting.
201Dādiyā̃ āp meeting karānā .
229Dadis, have a meeting with them.
202Dēkhō hāth sabhī uṭhā rahē haĩ .
230Look, all of them are raising their hands.
203Abhī hāth key|kī lāj rakhnā .
231Now, maintain the honour of the hands.
204Achchhā .
232Achcha.
205Brahmā bāp nē last mē̃ jō vardān diyā - nirākārī , nirvikārī , niranhakārī , yah brahmā bāp kā last vardān , ēk bahut baṛī saugāt bachchō̃ kē prati rahī .
233Father Brahma gave a final blessing: incorporeal, viceless and egoless. 234This last blessing from Father Brahma was a huge gift for you children.
206Tō kyā abhī-abhī second mē̃ brahmā bāp key|kī saugāt man sē svīkār kar saktē hō ?
235So, can you accept Father Brahma’s gift with your mind in a second?
207Dr̥iṛh saṅkalp kar saktē hō ki bāp key|kī saugāt kō sadā practical life mē̃ lānā hai ?
236Can you have the determined thought that you will constantly put the father’s gift into your practical life?
208Kyōṅki ādi dēv key|kī saugāt cum|kam nahī̃ hai .
237Because the gift from Adi Dev is not a small thing.
209Brahmā great great grand father hai , uskī saugāt cum|kam nahī̃ hai .
238Brahma is the great-great-grandfather. 239The gift from him is not a small thing.
210Tō apnē-apnē puruṣhārth pramāṇ saṅkalp karō ki āj K|kē din hōlī|holy arthāt jō bīt chukī , hō lī , hō gaī .
240So have the thought, according to your own effort, that today’s Holi means that which has already happened – ho li, ho gai (it has happened).
211Lēkin ab sē saugāt kō bār-bār emerge kar brahmā bāp kō sēvā kā return dēgē .
241But from now, you will constantly make this gift emerge and give the return of service to Father Brahma.
212Dēkhō brahmā bāp nē antim din , antim samay tak sēvā key|kī .
242Look, Father Brahma continued to serve till the last day and till the last moment.
213Yah brahmā bāp kā bachchō̃ sē pyār , sēvā sē pyār key|kī niśhānī hai tō brahmā bāp kō return dēnā arthāt bār-bār jīvan mē̃ dī|the huī saugāt kō revise kar practical mē̃ lānā .
243This was a sign of Father Brahma’s love for serving and for the children. 244So, to give a return to Father Brahma means to revise repeatedly the gift that you were given and to put that into your practical life.
214Tō sabhī apnē dil mē̃ brahmā bāp sē snēh K|kē return mē̃ saṅkalp dr̥iṛh karō , yah hai brahmā bāp K|kē snēh key|kī saugāt kā return .
245So, in return for the love of Father Brahma, all of you must have this determined thought in your hearts. 246This is giving the return of the gift of love from Father Brahma.
215Achchhā .
247Achcha.
216Chārō̃ ōr K|kē luckiest , holiest bachchō̃ kō sadā dr̥iṛh saṅkalp key|kī chābī practical mē̃ lānē vālē himmat vālē bachchō̃ kō , sadā apnē man kō bhinn-bhinn prakār key|kī sēvā mē̃ busy rakhnē vālē , kadam mē̃ padamō̃ key|kī kamāī jamā karnē vālē bachchō̃ kō , sadā her|har din utsāh mē̃ rahnē vālē , her|har din kō utsav samajh manānē vālē , sadā khuśhnasīb bachchō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē .
248To all the luckiest and holiest children everywhere, to the courageous children who always put into a practical form the key of determined thoughts, to those who constantly keep their minds busy in doing different types of service, to the children who earn an income of multimillions at every step, to those who maintain their enthusiasm every day and celebrate every day as a festival, to the children who constantly have the fortune of happiness, BapDada’s love, remembrance and namaste.
217Vardān : lav|love aur lavlīn sthiti K|kē anubhav dvārā sab kuchh bhūlnē vālē sadā dēhī abhimānī bhav
249Blessing: May you become constantly soul conscious and, by experiencing love and having the stage of being absorbed in love forget everything else.
218Karma mē̃ , vāṇī mē̃ , samparka mē̃ va sambandh mē̃ lav|love aur smr̥iti va sthiti mē̃ lavlīn rahō tō sab kuchh bhūlkar dēhī-abhimānī ban jāyēṅgē .
250Let there be love in your awareness and your stage so that you remain absorbed in love in your actions, words, connections and relationships. 251You will then forget everything else and become soul conscious.
219Lav|love hī bāp K|kē samīp sambandh mē̃ lātā hai , sarvasva tyāgī banātā hai .
252Love brings you into a close relationship with the Father and makes you into a full renunciate.
220Is lav|love key|kī viśhēṣhtā sē vā lavlīn sthiti mē̃ rahnē sē hī sarv ātmāō̃ K|kē bhāgya va lakka kō jagā saktē hō .
253With this speciality of love and with the stage of being absorbed in love, you can awaken the fortune and luck of all souls.
221Yah lav|love hī lakka K|kē lock key|kī chābī hai .
254This love is the key to the lock of luck.
222Yah māsṭar-kī hai .
255This is a master key.
223Issē kaisī bhī durbhāgyaśhālī ātmā kō bhāgyaśhālī banā saktē hō .
256With this key, you can make any unfortunate soul fortunate.
224Slōgan : svayã K|kē parivartan key|kī ghaṛī niśhchit karō tō viśhva parivartan svataḥhō jāyēgā .
257Slogan: When you fix the moment for your own transformation, world transformation will then automatically take place.
225
258
226Avyaktaiśārē - svayã aur sarv kē prati mansā dvārā yōg key|kī śhaktiyō̃ kā prayōg karō
259*** Om Shanti *** 260Avyakt Signal: Experiment on yourself and others with your mind with the powers of yoga.
227Mansā śhakti kā darpaṇ hai - bōl aur karma .
261The mirror of the power of the mind is your words and actions.
228Chāhē agyānī ātmāyē̃ , chāhē gyānī ātmāyē̃ - dōnō̃ K|kē sambandh-sampark mē̃ bōl aur karma śhubh-bhāvnā , śhubh-kāmnā vālē hō̃ . 229Jiskī mansā śhaktiśhālī vā śhubh hōgī uskī vāchā aur karmaṇā svataḥ hī śhaktiśhālī śhuddha hōgī , śhubh-bhāvnā vālī hōgī .
262Whether it is souls without this knowledge or souls who have this knowledge, when in a relationship or connection with either of them, let your words and actions be full of good wishes and pure feelings. 263Those who have pure and powerful minds will automatically have pure and powerful words and actions.
230Mansā śhaktiśhālī arthāt yād kī śhakti śhrēṣhṭh hōgī , śhaktiśhālī hōgī , sahaj-yōgī hōṅgē .
264When you have a powerful mind, it means the power of your remembrance will be elevated and powerful and you will be an easy yogi.