रविवार 12 अक्टूबर 2025 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
ध्यान दें: वाक्यों का संरेखण अक्षरों की संख्या पर आधारित है और पूरी तरह विश्वसनीय नहीं है।
आप पूरी मुरली या उसके किसी भाग का वाक्य संरेखण स्वयं सुधार सकते हैं।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
012-10-25 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' revise 17-03-07 madhuban
012/10/25 Madhuban Avyakt BapDada Om Shanti 17/03/2007
1 « śhrēṣhṭh vr̥itti sē śhaktiśhālī vibration aur vāyumaṇḍal banānē kā tīvr puruṣhārth karō , duā dō aur duā lō|low ' '
1With your elevated attitude, make intense effort to make your vibrationsand the atmosphere powerful. 2Give blessings and receive blessings.
2Āj pyār aur śhakti K|kē sāgar bāpdādā apnē snēhī , sikīladhē , lāḍlē bachchō̃ sē milnē kē liē āyē haĩ .
3Today, BapDada, the Ocean of Love and Power, has come to meet His loving, long-lost and now-found, beloved children.
3Sabhī bachchē bhī dūr-dūr sē snēh key|kī ākarṣhaṇ sē milan manānē kē liē pahuñch gayē haĩ .
4All of you children, through the attraction of love, have also come here from far, far away to celebrate a meeting.
4Chāhē sammukh baiṭhēhaĩ , chāhē dēśh vidēśh mē̃ baiṭhēhuē snēh kā milan manā rahē haĩ .
5Whether you are sitting personally in front of Baba, or are sitting in this land or abroad, you are celebrating a loving meeting.
5Bāpdādā chārō̃ ōr K|kē sarv snēhī , sarv sahyōgī sāthī bachchō̃ kō dēkh harṣhit hōtē haĩ .
6BapDada is pleased to see all His loving and totally co-operative companion children.
6Bāpdādā dēkh rahē haĩ majority bachchō̃ K|kē dil mē̃ ēk hī saṅkalp hai ki abhī jaldī sē jaldī bāp kō pratyakṣha karē̃ .
7BapDada is seeing that the majority of you children have just the one thought in your hearts: We will now very quickly reveal the Father.
7Bāp kahtē haĩ sabhī bachchō̃ kā umaṅg bahut achchhā hai , lēkin bāp kō pratyakṣha tab kar sakē̃gē jab pahlē apnē kō bāp samān sampann sampūrṇ pratyakṣha karē̃gē .
8The Father says: The enthusiasm of all of you children is very good. 9However, you will only be able to reveal the Father when you first of all reveal yourselves as complete and perfect, the same as the Father.
8Tō bachchē pūchhtē haĩ bāp sē ki kab pratyakṣha hōgā ?
10So, you children ask the Father: “When will You be revealed?”
9Aur bāp bachchō̃ sē pūchhtē haĩ ki āp batāō āp kab svayã kō bāp samān pratyakṣha karē̃gē ?
11Then the Father asks you children: You speak, when will you reveal yourselves as being equal to the Father?
10Apnē sampann bannē key|kī date fix kī hai ?
12Have you fixed a date for your becoming complete?
11Foreign vālē tō kahtē haĩ ēk sāl pahlē date fix kī jātī hai .
13Those abroad say that a date is usually fixed a year in advance.
12Tō apnē kō bāp samān bannē key|kī āpas mē̃ meeting karkē date fix kī hai ?
14So, have you had a meeting among yourselves and fixed a date to become equal to the Father?
13Bāpdādā dēkhtē haĩ ājkal tō her|har varg key|kī bhī meetings bahut hōtī haĩ .
15BapDada sees that, nowadays, there are many meetings in every wing.
14Double foreigners key|kī bhī meeting bāpdādā nē sunī . 15Bahut achchhī lagī .
16BapDada heard about the meeting of the double foreigners; He liked it very much.
16Sab meetings bāpdādā kē pās tō pahuñch hī jātī haĩ .
17All the news of the meetings always reaches BapDada anyway.
17Tō bāpdādā pūchhtē haĩ ki iskī date kab fix kī hai ?
18So BapDada is asking: For when have you fixed a date for this?
18Kyā yah date drama fix karēgā yā āp fix karē̃gē ?
19Will the drama fix this date or will you fix it?
19Kaun karēgā ?
20Who will fix it?
20Lakṣhya tō āpkō rakhnā hī paṛēgā .
21Of course, you will definitely have to keep the aim.
21Aur lakṣhya bahut achchhē tē achchhā , baṛhiyē tē baṛhiyā rakhā bhī hai , abhī sirph jaisā lakṣhya rakhā hai usī pramāṇ lakṣhaṇ , śhrēṣhṭh lakṣhya K|kē samān banānā hai . 22Abhī lakṣhya aur lakṣhaṇ mē̃ antar hai .
22All of you have a very good aim, the best of all, but now, according to the aim you have kept, you also have to develop the qualifications for that elevated aim. 23At present, there is a difference between your aim and its qualifications.
23Jab lakṣhya aur lakṣhaṇ samān hō jāyēṅgē tō lakṣhya practical mē̃ ā jāyēgā .
24When the aim and its qualifications become equal, then the aim will become practical.
24Sabhī bachchē jab amr̥itvēlē milan manātē haĩ aur saṅkalp kartē haĩ tō vah bahut achchhē kartē haĩ .
25When all the children celebrate a meeting at amrit vela and have a thought, they do that very well.
25Bāpdādā chārō̃ ōr K|kē her|har bachchē key|kī rūhari-hān suntē haĩ .
26BapDada hears the heart-to-heart conversation of every child everywhere.
26Bahut sundar bātē̃ kartē haĩ .
27You have very beautiful conversations.
27Puruṣhārth bhī bahut achchhā kartē haĩ lēkin puruṣhārth mē̃ ēk bāt key|kī tīvratā chāhiē .
28You also make very good effort, but in your efforts, you need to bring about intensity in one thing.
28Puruṣhārth hai lēkin tīvr puruṣhārth chāhiē .
29You are making effort, but there has to be intense effort.
29Tīvratā key|kī dr̥iṛhtā uskī addition chāhiē . 30Bāpdādā key|kī her|har bachchē kē prati yahī āśh hai ki samay pramāṇ har ēk tīvr puruṣhārthī banē̃ .
30There has to be determination for intensity; there has to be this addition. 31According to the time, BapDada has one desire for all the children.
31Chāhē number-vār haĩ , bāpdādā jāntē haĩ lēkin number-vār mē̃ bhī tīvr puruṣhārth sadā rahē , uskī āvaśhyaktā hai .
32Even though you may be numberwise, and BapDada knows, even though you are numberwise, there constantly has to be intense effort; there is a great need for this.
32Samay sampann hōnē mē̃ tīvratā sē chal rahā hai lēkin abhī bachchō̃ kō bāp samān bannā hī hai , yah bhī niśhchit hī hai sirph ismē̃ tīvratā chāhiē .
33The time is quickly moving towards completion. 34However, now, you children definitely have to become equal to the Father. 35This is also fixed. 36You must simply put intensity into it.
33Har ēk apnē kō check karē ki maĩ sadā tīvr puruṣhārthī hū̃ ?
37Each one of you has to check yourself: Am I an intense effort-maker at all times?
34Kyōṅki puruṣhārth mē̃ paper tō bahut ātē hī haĩ aur ānē hī haĩ lēkin tīvr puruṣhārthī kē liē paper mē̃ pās|pass hōnā itnā hī niśhchit hai ki tīvr puruṣhārthī paper mē̃ pās|pass huā hī paṛā hai .
38This is because many papers come in your efforts and they will come. 39However, for an intense effort-maker to pass those papers, it is fixed as though an intense effort-maker has already passed that paper. 40Not that that one has to pass, but that he has already passed.
35Hōnā hai nahī̃ , huā hī paṛā hai , yah niśhchit hai .
41This is fixed. 42All of you are doing service with great interest.
36Sēvā bhī sabhī achchhī rūchi sē kar rahē haĩ lēkin bāpdādā nē pahlē bhī kahā hai ki vartamān samay K|kē pramāṇ ēk hī samay par mansā-vāchā aur karmaṇā arthāt chalan aur chēhrē dvārā tīnō̃ hī prakār key|kī sēvā chāhiē .
43However, BapDada has told you before too that, according to the present time, you have to do three types of service at the same time, that is, with your thoughts, words and deeds. 44Use your mind to give an experience.
37Mansā dvārā anubhav karānā , vāṇī dvārā gyān K|kē khajānē kā parichay karānā aur chalan vā chēhrē dvārā sampūrṇ yōgī jīvan K|kē practical rūp kā anubhav karānā , tīnō̃ hī sēvā ēk samay karnī hai .
45Through your words, give an introduction to the treasure of knowledge. 46Use your face and activity to give the experience of the practical form of a completely yogi life. 47You have to do all three types of service at the same time, not separately.
38Alag-alag nahī̃ , samay cum|kam hai aur sēvā abhī bhī bahut karnī hai .
48There is little time and there is still a lot of service to be done even now.
39Bāpdādā nē dēkhā ki sabsē sahaj sēvā kā sādhan hai - vr̥itti dvārā vibration banānā aur vibration dvārā vāyumaṇḍal banānā kyōṅki vr̥itti sabsē tēj sādhan hai .
49BapDada has seen that the easiest way to do service is to create your vibrations with your attitude and to create the atmosphere with your vibrations, because your attitude is the most powerful method of all.
40Jaisē science key|kī rocket fast jātī hai vaisē āpkī rūhānī śhubh bhāvnā , śhubh kāmnā key|kī vr̥itti , dr̥iṣhṭi aur sr̥iṣhṭi kō badal dētī hai .
50Just as the rockets of science are able to fly very fast, in the same way, your spiritual attitude of good wishes and pure feelings will change your vision and your world.
41Ēk sthān par baiṭhēbhī vr̥itti dvārā sēvā kar saktē haĩ .
51While sitting in one place, you can serve with your attitude.
42Sunī huī bāt phir bhī bhūl saktī hai lēkin jō vāyumaṇḍal kā anubhav hōtā hai , vah bhūltā nahī̃ hai .
52It is possible to forget what you have heard, but you cannot forget the experience you have had of an atmosphere.
43Jaisē madhuban mē̃ anubhav kiyā hai ki brahmā bāp key|kī karmbhūmi , yōg bhūmi , charitra bhūmi kā vāyumaṇḍal hai .
53You have experienced in Madhuban the atmosphere of the land where Father Brahma acted, the land where he had yoga and performed divine activities.
44Ab tak bhī har ēk usī vāyumaṇḍal kā jō anubhav kartē haĩ vah bhūltā nahī̃ hai .
54The atmosphere that anyone experiences even now cannot be forgotten.
45Vāyumaṇḍal kā anubhav dil mē̃ chhap jātā hai .
55The experience of the atmosphere becomes imprinted on your hearts.
46Tō vāṇī dvārā baṛē-baṛē programme tō kartē hī hō lēkin har ēk kō apnī śhrēṣhṭh rūhānī vr̥itti sē , vibration sē vāyumaṇḍal banānā hai , lēkin vr̥itti rūhānī aur śhaktiśhālī tab hōgī jab apnē dil mē̃ , man mē̃ kisī kē prati bhī ulṭī vr̥itti kā vibration nahī̃ hōgā .
56Of course you have many big programmes of serving with words, but each one of you has to create an atmosphere with your spiritual attitude and vibrations. 57However, your attitude will become spiritual and powerful when you do not have any vibrations of a wrong attitude in your heart or mind.
47Apnē man key|kī vr̥itti sadā svachchha hō kyōṅki kisī bhī ātmā kē prati agar kōī vyarth vr̥itti yā gyān K|kē hisāb sē negative vr̥itti hai tō negative mānā kichṛā , agar man mē̃ kichṛā hai tō śhubh vr̥itti sē sēvā nahī̃ kar sakē̃gē .
58The attitude of your mind has to constantly be clean. 59If you have any wasteful attitude towards any soul, or, in terms of knowledge, if you have a negative attitude, then negative means rubbish. 60If you have rubbish in your mind, you will not be able to serve with a pure attitude.
48Tō pahlē apnē āpkō check karō ki mērē man key|kī vr̥itti śhubh rūhānī hai ?
61So, first of all, check yourself: Is the attitude of my mind pure and spiritual?
49Negative vr̥itti kō bhī apnī śhubh bhāvnā śhubh kāmnā sē negative kō bhī positive mē̃ change kar saktē hō kyōṅki negative sē apnē hī man mē̃ parēśhānī tō hōtī hai nā !
62Transform a negative attitude into a positive attitude with your good wishes and pure feelings. 63When it is negative, you feel distressed in your own mind, do you not?
50West|waste thoughts tō chaltē haĩ nā !
64You have waste thoughts, do you not?
51Tō pahlē apnē kō check karō ki mērē man mē̃ kōī khiṭkhiṭ tō nahī̃ hai ?
65So, first of all, check yourself: Is there any conflict in my own mind? 66Of course, it is numberwise.
52Number-vār tō haĩ , achchhē bhī haĩ tō sāth mē̃ khiṭ-khiṭ vālē bhī haĩ , lēkin yah aisā hai , yah samajhnā achchhā hai .
67There are good ones, and there are also those who create problems for them. 68However, just to understand “This one is like that” is good.
53Jō wrong hai uskō wrong samajhnā hai , jō right hai uskō right samajhnā hai lēkin dil mē̃ biṭhānā nahī̃ hai .
69Consider wrong to be wrong and right to be right, but do not keep it in your heart. 70To understand this is a separate matter.
54Samajhnā alag hai , knowledgeful bannā achchhā hai , wrong kō wrong tō kahē̃gē nā !
71It is good to be knowledge-full. 72Of course, you will say something is wrong when it is wrong.
55Kaī bachchē kahtē haĩ bābā āpkō patā nahī̃ yah kaisē haĩ !
73Some children say: “Baba, You don’t know what they are like.
56Āp dēkhō nā tō patā paṛ jāē .
74If You were to see them, You would know.”
57Bāp māntē haĩ āpkē kahnē sē pahlē hī māntē haĩ ki aisē haĩ , lēkin aisī bātō̃ kō apnī dil mē̃ vr̥itti mē̃ rakhnē sē svayã bhī tō parēśhān hōtē hō .
75The Father believes what you say; He already knows before you tell Him what that one is like, but by keeping such things in your heart and in your attitude, you upset yourself.
58Aur kharāb chīz agar man mē̃ hai , dil mē̃ hai tō jahā̃ kharāb chīz hai , west|waste thoughts haĩ , vah viśhva kalyāṇkārī kaisē banē̃gē ?
76When you have something bad in your heart and mind, then, where there is something bad, where there are waste thoughts, how can that one be a world benefactor?
59Āp sabhī kā occupation kyā hai ?
77What is the occupation of all of you?
60Kōī kahēgā ham london K|kē kalyāṇkārī haĩ , dillī K|kē kalyāṇkārī haĩ , U|you . pī|P . K|kē kalyāṇkārī haĩ ?
78Would any of you say that you are benefactors of only London, of Delhi, of UP? 79Or, of wherever you are staying?
61Yā jahā̃ bhī rahtē hō , chalō dēśh nahī̃ tō centre K|kē kalyāṇkārī haĩ , occupation sab yahī batātē ki viśhva kalyāṇkārī haĩ .
80OK, not the land, but of the centre that you are staying at? 81All of you say that your occupation is that of a world benefactor.
62Tō sab kaun hō ?
82Who are all of you?
63Viśhva kalyāṇkārī hō ?
83Are you world benefactors?
64Haĩ tō hāth uṭhāō .
84If you are, then raise your hands!
65 ( sabhī nē hāth uṭhāyā ) viśhva kalyāṇkārī ! 66Viśhva kalyāṇkārī !
85World benefactors! 86You do not have anything bad in your mind, do you?
67Achchhā . 68Tō man mē̃ kōī bhī kharābī tō nahī̃ hai ?
87You may understand it, but that is a different matter.
69Samajhnā alag chīz hai , samjhō bhalē , yah right hai yah wrong hai , lēkin man mē̃ nahī̃ biṭhāō .
88Understand what is right and what is wrong,butdo not keep that in your mind.
70Man mē̃ vr̥itti rakhnē sē dr̥iṣhṭi aur sr̥iṣhṭi bhī badal jātī hai .
89By having this attitude in your mind, your vision and the world also change.
71Bāpdādā nē home work diyā thā - kyā diyā thā ?
90BapDada had given you some homework. 91What was that?
72Sabsē sahaj puruṣhārth hai jō sabhī kar saktē haĩ , mātāyē̃ bhī kar saktī haĩ , būṛhē bhī kar saktē haĩ , yuvā bhī kar saktē haĩ , bachchē bhī kar saktē haĩ , vah yahī vidhi hai sirph ēk kām karō kisī sē bhī samparka mē̃ āō - « duā dō aur duā lō|low .
92It is the easiest effort which everyone can do - the mothers, the youth, the old ones - all the children can do it. 93The method for that is just to do one thing. 94When you come into contact with anyone, then give blessings and receive blessings.
73' ' chāhē vah badduā dētā hai , lēkin āp course kyā karātē hō ?
95Even if that one gives you bad wishes, what course do you give?
74Negative kō positive mē̃ badalnē kā , tō apnē kō bhī us samay course karāō .
96To change the negative into positive. 97At that time, give yourself this course.
75Challenge kyā hai ?
98What is the challenge?
76Challenge hai ki prakr̥iti kō bhī tamōguṇī sē satōguṇī banānā hī hai .
99Your challenge is also to make nature satoguni from tamoguni.
77Yah challenge hai nā ! 78Hai ?
100This is your challenge, is it not?
79Āp sabnē yah challenge kī hai ki prakr̥iti kō bhī satōpradhān banānā hai ? 80Banānā hai ?
101You have all issued the challenge that you have to make nature satopradhan.
81Kāndh hilāō , hāth hilāō .
102Do you have to make it like that?
82Dēkhō , dēkhādēkhī nahī̃ hilānā .
103If so, then nod! 104Wave your hands!
83Dil sē hilānā , kyōṅki abhī samay pramāṇ vr̥itti sē vāyumaṇḍal banānē K|kē tīvr puruṣhārth key|kī āvaśhyaktā hai .
105Don’t wave them just by seeing others, but wave them from your heart. 106Now, according to the time, your intense effort is to create the atmosphere with your attitude.
84Tō vr̥itti mē̃ agar zarā bhī kichṛā hōgā , tō vr̥itti sē vāyumaṇḍal kaisē banāyēṅgē ?
107So, if there is even a slight bit of rubbish in your attitude, how would you create the atmosphere with your attitude?
85Prakr̥iti tak āpkā vibration jāyēgā , vāṇī tō nahī̃ jāyēgī .
108Your vibrations will reach nature; words will not be able to reach there.
86Vibration jāyēgā aur vibration bantā hai vr̥itti sē , aur vibration sē vāyumaṇḍal bantā hai .
109Your vibrations will reach there. 110Your vibrations are created with your attitude and the atmosphere is created with your vibrations.
87Madhuban mē̃ bhī sab ēk jaisē tō nahī̃ haĩ .
111In Madhuban, too, not everyone is the same.
88Lēkin brahmā bāp aur ananya bachchō̃ K|kē vr̥itti dvārā , tīvr puruṣhārth dvārā vāyumaṇḍal banā hai .
112However, the atmosphere was created with the attitude of Father Brahma and the especially beloved ones and their intense efforts.
89Āj āpkī dādī yād ā rahī hai , dādī key|kī viśhēṣhtā kyā dēkhī ?
113Today, Baba is remembering your Dadi. 114What was the speciality of Dadiji that you saw?
90Kaisē control kiyā ?
115How did she control everything?
91Kabhī bhī kaisī bhī vr̥itti vālē key|kī kamī dādī nē man mē̃ nahī̃ rakhī .
116She never kept anyone’s defect in her mind, no matter with what attitude the other person came to her.
92Sabhī kō umaṅg dilāyā .
117She gave enthusiasm to everyone.
93Āpkī jagadambā mā̃ nē vāyumaṇḍal banāyā .
118Your mother Jagadamba created that atmosphere.
94Jāntē huē bhī apnī vr̥itti sadā śhubh rakhī , jiskē vāyumaṇḍal kā anubhav āp sabhī kar rahē hō .
119While knowing everything, she always kept her attitude pure, and all of you are experiencing the atmosphere created by that.
95Chāhē follow father hai lēkin bāpdādā hamēśhā kahtē haĩ ki har ēk key|kī viśhēṣhtā kō jān us viśhēṣhtā kō apnā banāō .
120Even though it is ‘Follow Father’, BapDada always says: Know each one’s speciality and make that speciality your own.
96Aur har ēk bachchē mē̃ yah note karnā , bāpdādā kā jō bachchā banā hai us ēk ēk bachchē mē̃ , chāhē tīsrā number hai lēkin yah drama key|kī viśhēṣhtā hai , bāpdādā kā vardān hai , sabhī bachchō̃ mē̃ chāhē 99 galatiyā̃ bhī hō̃ lēkin ēk viśhēṣhtā jarūr hai . 97Jis viśhēṣhtā sē mērā bābā kahnē kā hakdār hai .
121Note down for every child: someone who has become BapDada’s child, each and every child, even though that child may be a third number, the speciality of the drama and the blessing from BapDada is that, out of all the children, if someone has 99 defects, he definitely has one speciality and with that speciality, he has a right to say, “My Baba!”
98Parvaśh hai lēkin bāp sē pyār aṭūṭ hōtā hai , isīliē bāpdādā abhī samay key|kī samīpatā anusār har ēk jō bhī bāp K|kē sthān haĩ , chāhē gānv mē̃ haĩ , chāhē baṛē zone mē̃ haĩ , centres par haĩ lēkin har ēk sthān aur sāthiyō̃ mē̃ śhrēṣhṭh vr̥itti kā vāyumaṇḍal āvaśhyak hai .
122He may be influenced, but he would still have unbroken love for the Father. 123This is why, now, according to the closeness of the time, whatever places of the Father there are, whether they are in the villages, in the big zones or the centres, it is necessary for every place and every companion to have an atmosphere of elevated attitude.
99Bas ēk akṣhar yād rakhō agar kōī badduā dētā bhī hai , tō lēnē vālā kaun ?
124Simply remember one thing: even if someone has bad wishes for you, who is the one who is taking them?
100Kyā dēnē vālā , lēnē vālā ēk hōtā hai yā dō ?
125Is the one who is giving them and the one who is taking them just one person, or are there two?
101Agar kōī āpkō kōī kharāb chīz dē , āp kyā karē̃gē ?
126If someone gives you something bad, what will you do?
102Apnē pās|pass rakhē̃gē ?
127Will you keep it with yourself?
103Yā vāpas karē̃gē yā phēṅk dēgē ki almārī mē̃ sambhāl K|kē rakhē̃gē ?
128Or, will you return it, throw it away, or keep it carefully in your cupboard?
104Tō dil mē̃ sambhāl K|kē nahī̃ rakhnā kyōṅki āpkī dil bāpdādā kā takht hai , isīliē ēk śhabda abhī man mē̃ pakkā yād kar lō , mukh mē̃ nahī̃ man mē̃ yād karō - duā dēnā hai , duā lēnā hai .
129So, will you keep it hidden in your heart? 130Your heart is BapDada’s throne. 131Therefore, now remember one thing firmly in your mind, not just in words, but in your mind: “I have to give blessings and receive blessings.”
105Kōī bhī negative bāt man mē̃ nahī̃ rakhō .
132Do not keep anything negative in your mind.
106Achchhā ēk kān sē sunā , dūsrē kān sē nikālnā tō āpkā kām hai ki dūsrē kā kām hai ?
133OK, if you heard something with one ear, it is your duty to let it out through the other ear. 134Or, is it the duty of someone else?
107Tab hī viśhva mē̃ , ātmāō̃ mē̃ fast gati key|kī sēvā vr̥itti sē vāyumaṇḍal banānē kī kar sakē̃gē .
135Only then will you be able to do the service of creating an atmosphere in the world and among souls with your attitude at a fast speed.
108Viśhva parivartan karnā hai nā !
136You want to bring about world transformation, do you not?
109Tō kyā yād rakhē̃gē ?
137So, what will you remember?
110Yād rakhā man sē ?
138Remember it with your mind.
111Duā śhabda yād rakhō , bas kyōṅki āpkē jaṛ chitra kyā dētē haĩ ?
139Just remember the word ‘blessings’; that is all. 140Because, what do your non-living images give?
112Duā dētē haĩ nā !
141They give blessings, do they not?
113Mandir mē̃ jātē haĩ tō kyā māṅgtē haĩ ?
142When people go to the temples, what do they ask for?
114Duā māṅgtē haĩ nā !
143They ask for blessings.
115Duā miltī hai tabhī tō duā māṅgtē haĩ .
144It is because they receive blessings that they ask for them.
116Āpkē jaṛ chitra last janm mē̃ bhī duā dētē haĩ , vr̥itti sē unkī kāmanāyē̃ pūrī kartē haĩ .
145Even in your last birth, your non-living images give blessings; with that attitude, they fulfil everyone’s desires.
117Tō āp bār-bār aisē duā dēnē vālē banē hō tab āpkē chitra bhī āj tak duāyē̃ dētē haĩ .
146So, it is because you have repeatedly become those who give blessings in this way that your non-living images give blessings even today.
118Chalō parvaśh ātmāō̃ kō agar thōṛā sā kṣhamā K|kē sāgar K|kē bachchē kṣhamā dē dī tō achchhā hī hai nā !
147OK, when a soul is influenced by something, if you, a child of the Ocean of Forgiveness, forgive him a little, that is good, is it not?
119Tō āp sabhī kṣhamā K|kē master sāgar hō ?
148So, are all of you master oceans of forgiveness?
120Hō yā nahī̃ hō ?
149Are you?
121Hō nā !
150Or not?
122Kahō pahlē maĩ .
151You are, are you not?
123Ismē̃ hē arjun banō .
152Say, “I first”.
124Aisā vāyumaṇḍal banāō jō kōī bhī sāmnē āyē vah kuchh na kuchh snēh lē , sahyōg lē , kṣhamā kā anubhav karē , himmat kā anubhav karē , sahyōg kā anubhav karē , umaṅg-utsāh kā anubhav karē .
153Become “O Arjuna” in this. 154Create such an atmosphere that whoever comes in front of you will be able to take a little love and co-operation and experience forgiveness, courage, co-operation and zeal and enthusiasm.
125Aisē hō saktā hai ?
155Is this possible? 156Is it?
126Hō saktā hai ? 127Pahlī line vālē hō saktā hai ?
157Those who are sitting in the first row, is this possible?
128Hāth uṭhāō .
158Raise your hands!
129Pahlē karnā paṛēgā .
159First, you will have to do it.
130Tō sabhī karē̃gē ?
160You will have to do it.
131Teachers karē̃gī ? 132Achchhā .
161The teachers in the first row, will all of you do this?
133Jagah jagah sē bachchō̃ K|kē email aur patra tō ātē hī haĩ .
162Achcha. 163Baba receives children’s e-mails and letters from many different places.
134Tō jinhōnnē patra bhī nahī̃ likhā hai lēkin saṅkalp kiyā hai tō saṅkalp vālō̃ kā bhī yād pyār bāpdādā kē pās pahuñch gayā hai .
164Those who have not written letters, but have had the thought, then the love and remembrance of all who just had the thought also reached BapDada.
135Patra bahut mīṭhēmīṭhēlikhatē haĩ .
165They write very sweet letters.
136Patra aisē likhtē haĩ jō lagtā hai ki yah umaṅg-utsāh mē̃ uṛtē hī rahē̃gē .
166They write such letters that you just remain flying in zeal and enthusiasm; nevertheless, it is good.
137Phir bhī achchhā hai , patra likhnē sē apnē kō bandhan mē̃ bāndh lētē haĩ , vāydā kartē haĩ nā !
167By writing letters, they become bound to do it, because they make that promise.
138Tō chārō̃ ōr K|kē jō jahā̃ dēkh rahē haĩ yā sun rahē haĩ , un sabhī kō bhī bāpdādā sammukh vālō̃ sē bhī pahlē yādpyār dē rahē haĩ kyōṅki bāp-dādā jāntē haĩ ki kahā̃ kōī time hai , kahā̃ kōī time hai lēkin sab baṛē utsāh sē baiṭhēhaĩ , yād mē̃ sun bhī rahē haĩ .
168So, from wherever all of you are seeing or listening, to all of you too, BapDada is giving you love and remembrance even before giving them to those who are personally sitting in front of Him. 169BapDada knows that it is different times in different countries, but nevertheless, everyone is sitting in remembrance and listening with a lot of enthusiasm.
139Achchhā .
170Achcha.
140Sabhī nē saṅkalp kiyā , tīvr puruṣhārth kar number one bannā hī hai .
171Did all of you have the thought of making intense effort and becoming number one?
141Kiyā ?
172Did you?
142Hāth uṭhāō .
173Raise your hands!
143Achchhā abhī teachers uṭhā rahī haĩ .
174Now, the teachers are raising their hand.
144Pahlī line tō hai hī nā .
175The first row is this anyway.
145Achchhā hai - bāpdādā nē yah bhī direction diyā ki sārē din mē̃ bīch-bīch mē̃ 5 minute bhī milē , usmē̃ man key|kī exercise karō kyōṅki ājkal kā jamānā exercise kā hai .
176It is good. 177BapDada also gave the direction that, throughout the day, every now and then, whenever you have five minutes, exercise your mind because, nowadays, the world is also keen on exercise.
146Tō 5 minute mē̃ man key|kī exercise karō , man kō paramdhām mē̃ lēkē āō , sūkṣhmavatan mē̃ phariśhtēpan kō yād karō phir pūjya rūp yād karō , phir brāhmaṇ rūp yād karō , phir dēvtā rūp yād karō .
178So, exercise your mind for five minutes. 179Bring it from the supreme abode, to the subtle region. 180Remember your angelic form, then remember your worthy of worship form, then remember your Brahmin form and then your deity form.
147Kitnē huē ?
181How many of them are there?
148Pāñch .
182Five.
149Tō pāñch minute mē̃ 5 yah exercise karō aur sārē din mē̃ chaltē phirtē yah kar saktē hō .
183So, in five minutes, exercise with these five forms. 184You can do this throughout the day, while walking and moving around.
150Iskē liē maidān nahī̃ chāhiē , dauṛ nahī̃ lagānī hai , na kursī chāhiē , na seat chāhiē , na machine chāhiē .
185You don’t need any ground or field for this; you don’t need to run. 186You don’t need a chair, you don’t need a seat, you don’t need a machine.
151Jaisē aur exercise śharīr key|kī āvaśhyak hai , vah bhalē karō , uskī manā nahī̃ hai . 152Lēkin yah man key|kī drill , exercise , man kō sadā khuśh rakhēgī .
187Just as physical exercise is necessary for your bodies, and you can do that, you are not forbidden to do that, but also do this drill, this exercise for your minds.
153Umaṅg-utsāh mē̃ rakhēgī , uṛtī kalā kā anubhav karāyēgī . 154Tō abhī-abhī yah drill sabhī śhurū karō - paramdhām sē dēvtā tak .
188This will keep your minds constantly happy, filled with zeal and enthusiasm and give you an experience of the flying stage. 189So, all of you, begin this drill right now.
155 ( bāpdādā nē drill karāī ) achchhā !
190From the supreme region to being a deity.
156Chārō̃ ōr K|kē sadā apnē vr̥itti sē rūhānī śhaktiśhālī vāyumaṇḍal banānē vālē tīvr puruṣhārthī bachchō̃ kō , sadā apnē sthān aur sthiti kō śhaktiśhālī vibration mē̃ anubhav karānē vālē dr̥iṛh saṅkalp vālē śhrēṣhṭh ātmāō̃ kō , sadā duā dēnē aur duā lēnē vālē merciful ātmāō̃ kō , sadā apnē āpkō uṛtī kalā kā anubhav karnē vālē double light ātmāō̃ kō bāpdādā kā yādpyār aur namastē .
191(BapDada conducted a drill.) 192Achcha. 193To all you intense effort-making children everywhere who create a spiritual and powerful atmosphere with your attitude, to those who always give an experience of powerful vibrations with their place and stage, to the elevated souls who have determined thoughts, to the merciful souls who always give blessings and receive blessings, to the double-light souls who constantly experience themselves to be in the flying stage, BapDada’s love, remembrance and namaste.
157Vardān : viśhāl buddhi dvārā saṅgaṭhan key|kī śhakti kō baṛhānē vālē saphaltā svarūp bhav
194Blessing: May you increase the power of the gathering with your broad and unlimited intellect and become an embodiment of success.
158Saṅgaṭhan key|kī śhakti kō baṛhānā - yah brāhmaṇ jīvan kā pahlā śhrēṣhṭh kārya hai .
195To increase the power of the gathering is your first elevated task in this Brahmin life.
159Iskē liē jab kōī bhī bāt majority verify kartē haĩ , tō jahā̃ majority vahā̃ maĩ - yahī hai saṅgaṭhan key|kī śhakti kō baṛhānā .
196For this, when the majority verifies anything, then for you to be with the majority is to increase the power of the gathering.
160Ismē̃ yah baṛāī nahī̃ dikhāō ki mērā vichār tō bahut achchhā hai .
197In this, do not think of your greatness with the thought, “My idea is very good”.
161Bhal kitnā bhī achchhā hō lēkin jahā̃ saṅgaṭhan ṭūṭtā hai vah achchhā bhī sādhāraṇ hō jāyēgā .
198No matter how good it is, if it breaks the unity of the gathering, then that “good” becomes “ordinary”.
162Us samay apnē vichār tyāgnē bhī paṛē tō tyāg mē̃ hī bhāgya hai .
199At that time, even if you have to renounce your idea, there is fortune in that renunciation.
163Issē hī saphaltā svarūp banē̃gē . 164Samīp sambandh mē̃ āyēṅgē . 165Slōgan : sarv siddhiyā̃ prāpt karnē kē liē man key|kī ēkāgratā kō baṛhāō .
200It is by doing this that you will become an embodiment of success and form close relationships with others. 201Slogan: In order to achieve total success, increase the concentration of your mind.
166
202
167Avyakt iśhārē - svayã aur sarv kē prati mansā dvārā yōg key|kī śhaktiyō̃ kā prayōg karō
203*** Om Shanti *** 204Avyakt Signal: Experiment on yourself and others with your mind with the powers of yoga.
168Samay pramāṇ ab mansā aur vāchā key|kī ikaṭṭhī sēvā karō .
205According to the time now, do service with your mind and words at the same time.
169Lēkin vāchā sēvā sahaj hai , mansā mē̃ attention dēnē key|kī bāt hai isliē sarv ātmāō̃ kē prati mansā mē̃ śhubh bhāvnā , śhubh kāmnā K|kē saṅkalp hō̃ .
206However, it is easy to serve with your words, but serving with your mind is a matter of paying attention. 207Therefore, constantly have thoughts of good wishes and pure feelings for everyone in your mind.
170Bōl mē̃ madhurtā , santuṣhṭatā , saraltā key|kī navīntā hō tō sēvā mē̃ sahaj saphaltā miltī rahēgī .
208Let there be the newness of sweetness, contentment and easiness in your words and you will easily continue to achieve success in the service you do.