बुधवार 15 अक्टूबर 2025 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

015-10-2025 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

015/10/25 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhēbaccē - ātmā rūpī battery 84 mōṭarō̃ mē̃ jānē K|kē kāraṇ dull hō gaī hai , ab usē yād kī yātrā sē bharpūr karō ' '

1Essence: Sweet children, after going into 84 motors, the batteries of you souls have become dull. 2Now charge them fully by staying on the pilgrimage of remembrance.

Question

2Praśhna  : bābā kin bachchō̃ kō bahut-bahut bhāgyaśhālī samajhtē haĩ  ?

3Question: Which children does Baba consider to be very, very fortunate?

Answer

3Uttar  : jinkē pās|pass kōī jhañjhaṭ nahī̃ hai , jō nirbandhan haĩ , aisē bachchō̃ kō bābā kahtē tum bahut-bahut bhāgyaśhālī hō , tum yād mē̃ rahkar apnī battery full charge kar saktē hō .

4Answer: Baba tells the children who don’t have any complications and who remain free from bondage: You are very, very fortunate children. 5By staying in remembrance, you can charge your batteries fully.

4Agar yōg nahī̃ sirph gyān sunātē tō tīr lag nahī̃ saktā .

6If you simply relate knowledge but you have no yoga, your arrow cannot strike the target.

5Bhal kōī kitnā bhī bhabhkē sē apnā anubhav sunāyē lēkin khud mē̃ dhārṇā nahī̃ tō dil khātā rahēgā .

7No matter how brilliantly you relate your experience, if you don’t practise what you speak about, your conscience will continue to bite you.

Murli

6Ōm śhānti .

8Om shanti.

7Mīṭhē-mīṭhērūhānī bachchō̃ prati rūhānī bāp samjhātē haĩ .

9The spiritual Father explains to the sweetest, spiritual children.

8Rūhānī bāp kā nām kyā hai  ?

10What is the name of the spiritual Father?

9Śhivbābā .

11Shiv Baba.

10Vah hai hī bhagvān , bēhad kā bāp .

12He is God, the unlimited Father.

11Manuṣhya kō kabhī bēhad kā bāp athavā īśhvar vā bhagvān nahī̃ kahā jā saktā .

13A human being can never be called the unlimited Father, Ishwar or God.

12Nām bhal bahutō̃ K|kē śhiv haĩ parantu vah sab dēhdhārī haĩ isliē unkō bhagvān nahī̃ kahā jā saktā .

14Although many people have the name “Shiva”, they are all bodily beings. 15This is why they cannot be called God.

13Yah bāp baiṭh bachchō̃ kō samjhātē haĩ .

16The Father sits here and explains this to the children.

14Mainnē jismē̃ pravēśh kiyā hai , unkā yah bahut janmō̃ K|kē ant kā janm hai .

17This is the last of the many births of the one whose body I have entered.

15Tum bachchō̃ sē kaī pūchhtē haĩ - tum inkō bhagvān kyō̃ kahtē hō  ?

18Many people ask you why you call this one God.

16Bāp pahlē sē hī samjhātē haĩ - kōī bhī sthūl vā sūkṣhma dēhdhārī kō bhagvān nahī̃ kah saktē .

19From the beginning, the Father has explained that no physical or subtle bodily being can be called God.

17Sūkṣhma dēhdhārī sūkṣhmavatanvāsī hī ṭhaharē . 18Unhō̃ kō dēvtā kahā jātā hai .

20Subtle bodily beings are residents of the subtle region; they are called deities.

19Ūñch tē ūñch hai hī bhagvān , parampitā .

21The Highest on High is God, the Supreme Father.

20Ūñch tē ūñch unkā nām hai . 21Unkē rahnē kā sthān par ūñchē tē ūñchā paramdhām hai , bāp sabhī ātmāō̃ sahit vahā̃ nivās kartē haĩ .

22His name is the highest on high and His place of residence is the highest on high. 23The Father resides there with all souls.

22Baiṭhak bhī ūñch hai .

24The place where He sits is also the highest.

23Vāstav mē̃ kōī baiṭhnē kī jagah nahī̃ hai .

25In fact, there is no place to sit there.

24Jaisē star kahā̃ baiṭhēhaĩ kyā  ?

26Do stars sit anywhere?

25Khaṛē haĩ nā .

27They just stand.

26Tum ātmāyē̃ bhī apnī tākat sē vahā̃ khaṛī hō .

28Souls also stand there with their own power.

27Tākat aisī miltī hai jō vahā̃ jākar khaṛē hōtē haĩ .

29You souls receive such power that you go and stand there.

28Bāp kā nām hī hai sarvśhaktimān , unsē śhakti miltī hai .

30The Father's name is the Almighty Authority; you receive power from Him.

29Ātmā uskō yād kartī hai , battery charge hō jātī hai . 30Jaisē motor mē̃ battery hōtī hai , uskē zōr sē hī motor chaltī hai .

31When you souls remember Him, your batteries become charged, just as a motor car has a battery and the car works with that battery.

31Battery mē̃ current bharī huī hōtī hai phir chaltē-chaltē vah khālī hō jātī hai phir battery mēn power sē charge kar motor mē̃ ḍāltē haĩ .

32When the battery is charged by a current, the car works. 33Then the battery gradually becomes discharged. 34The battery then has to be connected to the mains power to be recharged and is then put back into the motor car again.

32Vah hōtī haĩ had key|kī bātē̃ .

35Those are limited matters.

33Yah hai bēhad key|kī bāt .

36Here, it is an unlimited aspect.

34Tumhārī battery tō 5 hazār varṣh chaltī hai .

37Your batteries last for 5000 years.

35Chaltē-chaltē phir ḍhīlī hō jātī hai .

38Then, gradually, while moving along, they become weak.

36Mālūm paṛtā hai - ēkdam khatm nahī̃ hōtī hai , kuchh na kuchh rahtī hai . 37Jaisē torch mē̃ dim hō jātī hai nā .

39You can tell when one hasn't completely discharged; it stays a little charged, just as a torch becomes dim.

38Ātmā tō hai hī is śharīr key|kī battery .

40This soul is the battery of this body.

39Yah bhī dull hō jātī hai .

41This too becomes dull.

40Battery is śharīr sē nikaltī bhī hai phir dūsrī , tīsrī motor mē̃ jākar paṛtī hai .

42This battery leaves the body and then goes into a second and a third motor.

4184 mōṭarō̃ mē̃ unkō ḍālā jātā hai tō ab bāp kahtē haĩ tum kitnē dullhead pattharbuddhi ban gayē hō .

43The soul goes into 84 motors. 44So, the Father says: You have become ones with such dull heads and stone intellects.

42Ab phir apnī battery kō bharō .

45Now recharge your batteriesagain.

43Sivāē bāp kī yād K|kē ātmā kabhī pavitra hō nahī̃ saktī .

46Souls cannot become pure without remembering the Father.

44Ēk hī sarvśhaktimān bāp hai , jinsē yōg lagānā hai .

47It is only with the one Almighty Authority Father that you have to have yoga.

45Bāp khud apnā parichay dētē haĩ ki maĩ kyā hū̃ , kaisā hū̃ . 46Kaisē tumhārī ātmā key|kī battery dull hō jātī hai .

48The Father Himself gives you His own introduction, what He is like, and He tells you how the batteries of you souls become dull.

47Ab tumkō rāy dētā hū̃ mērē kō yād karō tō battery satōpradhān first-class hō jāyēgī .

49I am now advising you to remember Me so that your batteries can become satopradhan and firstclass.

48Pavitra bannē sē ātmā 24 carat ban jātī hai .

50Souls become 24 carat when they become pure.

49Abhī tum mulammē K|kē ban gayē hō . 50Tākat bilkul khatm hō gaī hai .

51At the moment, you are mixed with alloy; your strength has completely finished.

51Vah śhōbhā nahī̃ rahī hai .

52That beauty is no longer there.

52Ab bāp tum bachchō̃ kō samjhātē haĩ bachchē mukhya bāt hai yōg mē̃ rahnā , pavitra bannā .

53The Father now tells you children that the main thing is to stay in yoga and become pure.

53Nahī̃ tō battery bharēgī nahī̃ . 54Yōg lagēgā nahī̃ .

54Otherwise, you batteries will not become charged; you won't be able to have yoga.

55Bhal kukkaṛ gyānī tō bahut haĩ .

55There are many who give this knowledge like a cockerel.

56Gyān bhal dētē haĩ parantu vah avasthā nahī̃ hai .

56Although they relate this knowledge, they don't have that stage.

57Yahā̃ baṛē bhabhkē sē anubhav sunātē haĩ .

57Here, they relate their experience with a lot of brilliance.

58Andar khātā rahtā hai . 59Maĩ jō varṇan kartā hū̃ aisī avasthā tō hai nahī̃ .

58Their consciences bite them inside because their stage isn’t equal to what they speak about.

60Kaī phir yōgī tū ātmā bachchē bhī haĩ .

59There are yogi children too.

61Bāp tō bachchō̃ key|kī bahut mahimā kartē haĩ .

60The Father praises the children a lot.

62Bāp kahtē haĩ - bachchē , tum bahut-bahut bhāgyaśhālī hō .

61The Father says: Children, you are very, very fortunate.

63Tumkō tō itnē jhañjhaṭ nahī̃ .

62You don't have many complications.

64Jiskō bachchē jāstī hōtē haĩ unkō bandhan bhī hōtā hai .

63Those who have many children also have a lot of bondage.

65Bābā kō kitnē ḍhēr bachchē haĩ .

64Baba has so many children.

66Sabkī sambhāl dēkh-rēkh karnī paṛtī hai .

65He has to take care of everyone.

67Bābā kō bhī yād karnā hai .

66Baba also has to stay in remembrance.

68Māśhūk key|kī yād tō bilkul pakkī hōnī chāhiē .

67The remembrance of the Beloved should become very firm.

69Bhakti mārg mē̃ tō tum bāp kō kitnā yād kartē āyē hō - hē bhagvān , pūjā bhī pahlē-pahlē unkī kartē hō .

68On the path of devotion, you used to remember the Father so much: O God! 69He is the One you worship first.

70Pahlē nirākār bhagvān key|kī hī kartē haĩ .

70First, it is incorporeal God who is worshipped.

71Aisē nahī̃ ki us samay tum ātma-abhimānī bantē hō .

71It isn't that you become soul conscious at that time.

72Ātma-abhimānī phir pūjā thōṛēhī karē̃gē .

72Those who are soul conscious would not worship anyone.

73Bāp samjhātē haĩ pahlē-pahlē bhakti śhurū hōtī hai tō pahlē ēk bāp key|kī pūjā kartē haĩ .

73The Father explains: When devotion first begins, it is the one Father who is worshipped first.

74Ēk hī śhiv key|kī pūjā kartē haĩ .

74It is Shiva alone who is worshipped.

75Yathā rājā-rānī tathā prajā .

75As are the king and queen, so are the subjects.

76Ūñch tē ūñch hai hī bhagvān , unkō hī yād karnā hai .

76The Highest on High is God. 77Only He must be remembered.

77Dūsrē jō bhī sab nīchē haĩ - brahmā-viṣhṇu-śhaṅkar kō bhī yād karnē key|kī darkār nahī̃ hai .

78Everyone below Him, like Brahma, Vishnu and Shankar, don't need to be remembered.

78Ūñch tē ūñch bāp kō hī yād karnā hai .

79Only the highest-on-high Father has to be remembered.

79Parantu drama kā part aisā hai jō tum nīchē utarnē kē liē bāndhē huē hō .

80However, the part in the drama is such that you are bound to come down.

80Bāp samjhātē haĩ tum kaisē nīchē utartē hō .

81The Father explains how you come down.

81Her|har bāt ādi sē ant tak ūpar sē nīchē tak bāp samjhātē haĩ .

82The Father explains everything from the beginning to the end and from the top to the bottom.

82Bhakti bhī pahlē satōpradhān phir satō-rajō-tamō hōtī hai .

83Devotion is also satopradhan at first and it then becomes sato, rajo and tamo.

83Abhī tum phir satōpradhān ban rahē hō , ismē̃ hī mēhnat hai .

84You are now becoming satopradhan once again; it is this that requires effort.

84Pavitra bannā hai .

85You have to become pure.

85Apnē kō dēkhnā hai , māyā kahā̃ dhōkhā tō nahī̃ dētī hai  ?

86Each of you should check yourself to see that Maya is not deceiving you.

86Mērī criminal eye tō nahī̃ bantī hai  ?

87Do I have criminal eyes?

87Kōī pāp kā khyāl tō nahī̃ ātā hai  ?

88Do I have any thoughts of committing sin?

88Gāyan hai prajāpitā brahmā tō unkī santān brāhmaṇ-brāhmaṇiyā̃ bahan-bhāī ṭhaharē nā .

89Since Prajapita Brahma is remembered, his children must be Brahmins, brothers and sisters.

89Yahā̃ K|kē brāhmaṇ lōg bhī apnē kō brahmā key|kī aulād kahlātē haĩ .

90Worldly brahmins, too, consider themselves to be the children of Brahma.

90Tum bhī brāhmaṇ bhāī-bahan huē nā .

91You Brahmins are brothers and sisters.

91Phir vikārī dr̥iṣhṭi kyō̃ rakhtē hō .

92So, why do you have vicious vision?

92Brāhmaṇō̃ kō tum achchhī rīti dr̥iṣhṭi dē saktē hō .

93You can give very good drishti to those worldly brahmins.

93Abhī tum bachchē hī jāntē hō brahmā key|kī santān brāhmaṇ-brāhmaṇī bankar phir dēvtā bantē haĩ .

94You children understand that the children of Brahma now become Brahmins and then deities.

94Kahtē bhī haĩ bāp ākar brāhmaṇ dēvī-dēvtā dharm key|kī sthāpanā kartē haĩ .

95It is said that the Father comes and establishes the Brahmin and deity religions.

95Yah samajh key|kī bāt hai nā .

96This is something to be understood.

96Ham brahmā key|kī santān bhāī-bahan hō gayē tō kudr̥iṣhṭi kabhī nahī̃ jānī chāhiē .

97You children of Brahma have become brothers and sisters. 98Therefore, there should be no pull of bad vision.

97Unkō rōknā hai .

99You have to prevent that.

98Yah bhī hamārī mīṭhībahan hai .

100This one is my sweet sister.

99Vah lav|love rahnā chāhiē .

101There should be that love.

100Jaisē blood connection mē̃ lav|love rahtā hai , vah badalkar rūhānī ban jāē .

102Let the love that there is in a blood connection change into spiritual love.

101Ismē̃ bahut-bahut mēhnat hai .

103It does require a lot of effort.

102Hai bhī sahaj yād . 103Apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karnā hai .

104Consider yourselves to be souls and remember the Father, this is called easy remembrance.

104Vikār key|kī dr̥iṣhṭi nahī̃ rakh saktē .

105You must not have any vision of vice.

105Bābā nē samjhāyā hai - yah āṅkhē̃ bahut dhōkhā dēnē vālī haĩ , unkō badalnā hai .

106Baba has explained that your eyes deceive you a lot; they have to be transformed.

106Ham ātmā haĩ .

107I am a soul.

107Abhī tō ham śhivbābā K|kē bachchē haĩ .

108At this time, we are Shiv Baba's children.

108Adopt kiyē huē bhāī-bahan haĩ .

109We brothers and sisters have been adopted.

109Ham apnē kō be|B . K|kē . kahlātē haĩ .

110We call ourselves Brahma Kumars and Kumaris.

110Chalan mē̃ fark tō rahtā hai nā .

111There will then be a difference in your behaviour.

111Teachers kā kām hai class mē̃ sabsē pūchhnā - tum samajhtē hō hamārī bhāī-bahan key|kī dr̥iṣhṭi rahtī hai yā kuchh chañchaltā chaltī hai  ?

112It is a teacher's duty to ask everyone in class: Do you think that your vision is that of brothers and sisters or is there some mischief?

112Sachchē bāp kē āgē sach na batāyā , jhūṭh bōlā tō bahut daṇḍ paṛ jāyēgā .

113If someone doesn't speak the truth in front of the true Father but tells lies, a lot of punishment will be experienced.

113Court mē̃ kasam uṭhātē haĩ nā . 114Sachchē īśhvar bāp kē āgē sach kahē̃gē .

114In a court they have to take the oath to speak the truth in front of God, the Truth.

115Sachchē bāp kā bachchā bhī sachchā hōgā .

115A child of the true Father would also be truthful.

116Bāp truth hai nā .

116The Father is the Truth.

117Vah satya hī batlātē haĩ .

117He only speaks the truth.

118Bākī sab haĩ gapōṛē .

118All the rest are lies.

119Śhrī śhrī 108 apnē kō kahlātē haĩ , vāstav mē̃ yah tō mālā hai nā , jō simartē haĩ .

119They call themselves Shri Shri 108. In fact, that is a rosary of beads that is turned.

120Yah bhī jāntē nahī̃ ki ham kyō̃ simartē haĩ .

120They don't even know why they turn the beads of a rosary.

121Bauddhiyō̃ key|kī bhī mālā , kriściyan key|kī bhī mālā hōtī hai .

121Christians too have a rosary; Buddhists also have a rosary.

122Har ēk apnē ḍhaṅg sē mālā phērtē haĩ .

122All of them turn the beads of their rosaries in their own ways.

123Tum bachchō̃ kō ab gyān milā huā hai .

123You children have now received this knowledge.

124Bōlō , 108 key|kī jō mālā hai usmē̃ ūpar mē̃ fool|phūl tō hai nirākār .

124Tell them: The tassel at the top of the rosary of 108 symbolises the incorporeal One.

125Unkō hī sab yād kartē haĩ .

125Everyone remembers Him.

126Unkī yād sē hī ham svarg key|kī paṭrānī arthāt mahārānī bantē haĩ .

126It is by remembering Him that we become queens of heaven, that is, we become empresses.

127Nar sē nārāyaṇ , nārī sē lakṣhmī bannā - yah hai sūryavanśhī makhmal key|kī paṭrānī bannā phir khādī kī hō jātī hai .

127To become Lakshmi or Narayan from an ordinary woman or man is to become the velvet kings and queens of the sun dynasty. 128Later on, they become cotton ones (less value).

128Tō aisī-aisī points buddhi mē̃ rakh phir samjhānā chāhiē .

129Therefore, keep such points in your intellects so that you can explain them to others.

129Phir tumhārā nām bahut bālā hō jāyēgā .

130Your name will then be glorified.

130Bāt karnē mē̃ śhērnī banō .

131Speak like a lioness.

131Tum śhiv śhakti sēnā hō nā .

132You are the Shiv Shakti Army.

132Anēk prakār key|kī sēnāyē̃ haĩ nā .

133There are many types of army.

133Vahā̃ bhī tum jākar dēkhō kyā sikhlātē haĩ .

134Go to other places and just see what they teach everyone.

134Lākhō̃ manuṣhya jātē haĩ .

135Hundreds of thousands of people go there.

135Bābā nē samjhāyā hai - criminal eye bahut dhōkhā dēnē vālī hai .

136Baba has explained that criminal eyes deceive you a lot.

136Apnī avasthā kā varṇan karnā chāhiē .

137You should speak about your stage.

137Anubhav sunānā chāhiē - ham ghar mē̃ kaisē rahtē haĩ  ? 138Avasthā par kyā asar paṛtā hai  ?

138Relate your own experience and how you live at home and how it affects your stage.

139Diary rakhō - kitnā samay is avasthā mē̃ rahtā hū̃  ?

139Keep a diary: For how long do I maintain this stage?

140Bāp samjhātē haĩ rūstam sē māyā bhī rūstam hōkar laṛtī hai .

140The Father explains: Maya becomes very powerful and fights with the powerful ones.

141Yuddha kā maidān hai nā .

141This is a battlefield.

142Māyā baṛī balvān hai .

142Maya is very powerful.

143Māyā arthāt 5 vikār .

143Maya means the five vices.

144Dhan kō sampatti kahā jātā hai , jiskē pās|pass jāstī sampatti hōtī hai , ajāmil bhī jāstī vah bantē haĩ .

144Money is called wealth. 145Those who have a lot of wealth are the ones who become like Ajamil (great sinner).

145Bāp kahtē haĩ - pahlē-pahlē tum vēśhyāō̃ kō tō bachāō .

146The Father says: First of all, you have to save the prostitutes.

146Tō vah phir apnī ēsōsiēśan banāyēṅgī .

147They will then create their own association.

147Hamkō tō bāp sē varsā lēnā hai .

148We want to claim our inheritance from the Father.

148Bāp kahtē haĩ maĩ tumkō śhivālay kā mālik banānē āyā hū̃ .

149The Father says: I have come to make you into the masters of the land of Shiva (Shivalaya).

149Yah antim janm hai .

150This is your last birth.

150Vēśhyāō̃ kō samjhānā chāhiē - tumhārē nām K|kē kāraṇ bhārat key|kī itnī ābrū ( ijjat ) gaī hai .

151Tell the prostitutes: It was because of you that Bharat lost its honour.

151Ab bāp āyē haĩ śhivālay mē̃ lē chalnē .

152The Father has now come to take you to the Temple of Shiva.

152Ham śhrīmat par āyē haĩ tumhārē pās|pass .

153According to shrimat we have come to you.

153Abhī tum viśhva key|kī mālik ban jāō . 154Bhārat kā nām bālā karō , hamārē muāphik .

154You must now become the masters of the world and glorify the name of Bharat like we are doing.

155Ham bhī bāp kō yād karnē sē pavitra ban rahē haĩ .

155We are also becoming pure by remembering the Father.

156Tum bhī yah ēk janm chhī-chhī kām chhōṛ dō .

156You must stop doing that dirty business for one birth.

157Rahm tō karnā hai nā . 158Phir tumhārā nām bālā bahut hō jāyēgā .

157Have mercy and your name will be glorified a great deal.

159Kahē̃gē inmē̃ tō aisī tākat hai jō aisā gandā dhandhā insē chhuṛā diyā .

158People will then say: You have such power that you have made them stop doing their dirty business.

160Sabkī ēsōsiēśan hai .

159Everyone has an association.

161Tum apnī ēsōsiēśan banākar government sē jō madad chāhē lē saktī hō .

160You can also create your own association and take whatever help you want from the Government.

162Tō ab aisē chhī-chhī jinhōnnē bhārat kā nām badnām kiyā hai , unhō̃ key|kī sēvā karō .

161Therefore, now serve those who do that dirty business and who defame the name of Bharat.

163Tumhārī bhī union bahut pakkī chāhiē .

162Your union also has to be very strong.

164Jō 10-12 āpas mē̃ milkar jāē samjhāyē̃ .

163Ten to 12 of you people can go and explain to them.

165Mātāyē̃ bhī achchhī hō̃ .

164There should be very good mothers.

166Kōī nayā yugal hō , bōlē ham pavitra rahtē haĩ .

165If a new couple comes, tell them: We remain pure.

167Pavitra rahnē sē hī viśhva K|kē mālik bantē haĩ .

166It is only by becoming pure that you can become the masters of the world.

168Tō kyō̃ nahī̃ pavitra banē̃gē .

167So, why should you not remain pure?

169Sārā jhuṇḍ kā jhuṇḍ jāyē .

168A whole group of you should go and explain.

170Baṛī namratā sē jākar kahnā hai , ham āpkō parampitā paramātmā kā paigām dēnē āyē haĩ .

169Say with a lot of humility: We have come to give you the message of the Supreme Father, the Supreme Soul.

171Ab vināśh sāmnē khaṛā hai .

170Destruction is now just ahead.

172Bāp kahtē haĩ maĩ sabkā uddhār karnē āyā hū̃ .

171The Father says: I have come to uplift everyone.

173Tum bhī yah ēk janm vikār mē̃ mat jāō .

172You mustn't indulge in vice for this one birth.

174Tum samjhā saktē hō ham brahmākumār-kumāriyā̃ apnē hī tan-man-dhan sē service kartē haĩ .

173Tell them: We Brahma Kumars and Kumaris are serving Bharat with our own bodies, minds and wealth.

175Ham bhīkh tō māṅgtē nahī̃ .

174We are not asking for alms.

176Īśhvar K|kē bachchē haĩ .

175We are the children of God.

177Aisē-aisē plan banāō .

176Make such plans.

178Aisē nahī̃ ki tum madad nahī̃ kar saktē hō .

177It isn't that you can’t help.

179Aisā kām karō jismē̃ vāh-vāh hō .

178Do such work that you are praised.

180Hazārō̃ madad dēnē vālē nikal āyēṅgē .

179Thousands will emerge to help you.

181Yah apnā saṅgaṭhan banāō .

180Create your own gatherings.

182Mukhya-mukhya kō chunō , seminar karō .

181Select the main ones. 182Hold seminars.

183Bachchō̃ kō sambhālnē vālē tō bahut nikal saktē haĩ .

183Many will emerge who can look after the children.

184Tum īśhvarīy service mē̃ lag jāō .

184Just keep yourselves busy in doing God's service.

185Aisī phrākdil hōnī chāhiē jō jhaṭ service par nikal paṛē .

185Let your hearts be so generous that you can quickly go and do service.

186Ēk taraph yah service aur dūsrī bāt gītā key|kī , in bātō̃ kō milkar uṭhāō .

186On the one side, do this service and on the other side, do the service of the Gita. 187Take these things up together as a group.

187Tum paṛhtē hī hō yah lakṣhmī-nārāyaṇ bannē kē liē .

188You are studying to become Lakshmi and Narayan.

188Tō yahā̃ tum bachchō̃ kā āpas mē̃ mat-bhēd nahī̃ rahnā chāhiē .

189Therefore, you children mustn't have any conflict of opinion amongst yourselves here.

189Agar kōī bāt bāp sē chhipātē hō , sach nahī̃ batātē hō tō bhī apnā hī nuksān kartē hō aur hī sauguṇā pāp chaṛh jātā hai .

190If you hide something from the Father and don't tell Him the truth, you cause yourself a loss. 191You will accumulate one hundred-fold sins.

190Achchhā  !

192Achcha.

191Mīṭhē-mīṭhēsikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

193To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and Good morning from the Mother, the Father, BapDada.

192Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

194The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

193Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

195Essence for dharna:

1941 ) ham mīṭhēbāp K|kē bachchē haĩ , āpas mē̃ mīṭhēbahan-bhāī hōkar rahnā hai .

1961. You are the children of the sweet Father. 197You have to live together as sweet brothers and sisters.

195Kabhī bhī vikār key|kī dr̥iṣhṭi nahī̃ rakhnī hai .

198Never have any vision of vice.

196Dr̥iṣhṭi mē̃ kōī bhī chañchaltā hō tō rūhānī surgeon kō sach batānā hai .

199If there is any mischief in your vision, tell the truth to the spiritual Surgeon.

1972 ) kabhī bhī āpas mē̃ matbhēd mē̃ nahī̃ ānā hai .

2002. Never have any conflict of opinion amongst yourselves.

198Phrākdil ban service karnī hai . 199Apnē tan-man dhan sē , bahut-bahut namratā sē sēvā kar sabkō bāp kā parichay ( paigām ) dēnā hai .

201Be generous hearted and do service with great humility with your body, mind and wealth and give everyone the Father's message.

Blessing

200Vardān  : her|har karma charitra K|kē rūp mē̃ gāyan yōgya banānē vālē mahān ātmā bhav

202Blessing: May you make every act of yours worthy of being remembered as a divine act of a great soul.

201Mahān ātmā vah hai jiskā her|har saṅkalp , her|har karma mahān hō .

203A great soul is one whose every thought and act are great.

202Ēk bhī saṅkalp sādhāraṇ va vyarth na hō .

204Let not a single thought be ordinary or wasteful.

203Kōī bhī karma sādhāraṇ va bagair arth|earth na hō .

205Let no act be ordinary or without some purpose.

204Karmēndriyō̃ dvārā jō bhī karma hō vah arth|earth sahit hō , samay bhī mahān kārya mē̃ saphal hōtā rahē , tab her|har charitra gāyan yōgya hōgā .

206Whatever acts you perform with your physical organs, let them be purposeful. 207Let your time also continue to be used in a worthwhile way for this great task.

205Mahān ātmāō̃ kā hī yādgār harṣhit mūrt , ākarṣhaṇ mūrt aur avyakt mūrt K|kē rūp mē̃ hai .

208Only then will every act of yours be worthy of being remembered as a divine act. 209The memorial of great souls is an image of happiness, an image that attracts and an avyakt image.

Slogan

206Slōgan  : mān key|kī ichchhā chhōṛ svamān mē̃ ṭik jāō tō mān parchhāī K|kē samān pīchhē āyēgā .

210Slogan: Renounce any desire for regard and stabilise yourself in your self-respect. 211Regard will then follow you like a shadow.

212*** Om Shanti ***

207Avyakt iśhārē - svayã aur sarv kē prati mansā dvārā yōg key|kī śhaktiyō̃ kā prayōg karō

213Avyakt Signal: Experiment on yourself and others with your mind with the powers of yoga.

208Kōī bhī sthūl kārya kartē huē mansā dvārā vibrations phailānē key|kī sēvā karō .

214While doing any physical work, do the service of spreading your vibrations with your mind.

209Jaisē kōī businessmen hai tō svapn mē̃ bhī apnā business dēkhtā hai , aisē āpkā kām hai - viśhva-kalyāṇ karnā .

215A businessman would see his business even in his dreams. 216In the same way, your duty is to benefit the world.

210Yahī āpkā occupation hai , is occupation kō smr̥iti mē̃ rakh sadā sēvā mē̃ busy rahō .

217This is your occupation. 218Keep this occupation in your awareness and remain constantly busy in doing service.

211Yadi sēvā kā phal mil jāyē tō māyājīt sahaj ban jāyēṅgē isliē jab bhī buddhi kō phursat milē tō sēvā mē̃ juṭ jāō .

219When you receive the fruit of your service, you will easily become a conqueror of Maya. 220Therefore, whenever your intellect is free, engage yourself in doing this service.