बुधवार 22 अक्टूबर 2025 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

022-10-2025 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

022/10/25 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhēbaccē - tum jab kisī kō bhī samjhātē hō yā bhāṣhaṇ kartē hō tō bābā-bābā kahkar samjhāō , bāp key|kī mahimā karō tab tīr lagēgā ' '

1Essence: Sweet children, whenever you explain to anyone or give a lecture, do so while saying, "Baba, Baba". 2Praise the Father and the arrow will strike the target.

Question

2Praśhna  : bābā bhāratvāsī bachchō̃ sē viśhēṣh kaun sē praśnapūchatē haĩ  ?

3Question: Which question does Baba especially ask you children of Bharat?

Answer

3Uttar  : tum bhāratvāsī bachchē jō itnē sāhūkār thē , sarvguṇ sampann 16 kalā sampūrṇ dēvtā dharm K|kē thē , tum pavitra thē , kām kaṭārī nahī̃ chalātē thē , bahut dhanvān thē . 4Phir tumnē itnā dēvālā kaisē nikālā hai - kāraṇ kā patā hai  ?

4Answer: You children of Bharat were wealthy; you belonged to the deity religion and were 16 celestial degrees full. 5You were pure; you never used the sword of lust. 6You were very wealthy, so, how did you become bankrupt? 7Do you know the reason?

5Bachchē , tum gulām kaisē ban gayē  ?

8Children, how did you become slaves?

6Itnā sab dhan daulat kahā̃ ganvā diyā  ?

9Where did you lose your wealth and property?

7Khyāl karō tum pāvan sē patit kaisē ban gayē  ?

10Just think about how you became impure from pure.

8Tum bachchē bhī aisī-aisī bātē̃ bābā-bābā kah dūsrō̃ kō bhī samjhāō - tō sahaj samajh jāyēṅgē .

11When you children explain these aspects to others while saying, "Baba, Baba", they will easily understand.

Murli

9Ōm śhānti .

12Om shanti.

10Ōm śhānti kahnē sē bhī bāp jarūr yād ānā chāhiē .

13When saying "Om shanti", you should definitely remember the Father.

11Bāp kā pahlā-pahlā kahnā hai manmanābhav .

14The Father first of all says: Manmanabhav!

12Jarūr āgē bhī kahā hai tab tō abhī bhī kahtē haĩ nā .

15He definitely said this previously, and this is why He is saying it now.

13Tum bachchē bāp kō jāntē hō , jab kahā̃ sabhā mē̃ bhāṣhaṇ karnē jātē hō , vō lōg tō bāp kō jāntē nahī̃ .

16You children know the Father. 17Whenever you go to give a lecture to a gathering, those people won't know the Father.

14Tō unkō bhī aisā kahnā chāhiē ki śhivbābā kahtē haĩ , vahī patit-pāvan hai .

18Therefore, you should tell them that Shiv Baba says that He alone is the Purifier.

15Jarūr pāvan banānē kē liē yahā̃ ākar samjhātē haĩ .

19He definitely comes here to explain in order to make you pure.

16Jaisē bābā yahā̃ tumkō kahtē haĩ - hē bachchō̃ , tumkō svarg kā mālik banāyā thā , tum ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm vālē viśhva K|kē mālik thē , vaisē tumkō bhī bōlnā chāhiē ki bābā yah kahtē haĩ .

20Here, Baba says to you children: O children, I made you into the masters of heaven. 21You were the masters of the world. 22You belonged to the original eternal deity religion. 23Therefore, you too should say that Baba says this.

17Aisē kōī K|kē bhāṣhaṇ kā samāchār āyā nahī̃ hai .

24Baba hasn't as yet received news of anyone giving such a lecture.

18Śhivbābā kahtē haĩ mujhē ūñch tē ūñch māntē hō , patit-pāvan bhī māntē hō , maĩ ātā bhī hū̃ bhārat mē̃ aur rājyōg sikhlānē ātā hū̃ , kahtā hū̃ māmēkam yād karō , mujh ūñch bāp kō yād karō kyōṅki vah bāp dēnē vālā dātā hai .

25Shiv Baba says: You consider Me to be the Highest on High; you consider Me to be the Purifier. 26I enter Bharat and teach you Raja Yoga. 27I tell you: Constantly remember Me alone. 28Remember Me, the highest Father. 29This is because He is the Father who is the Bestower.

19Barōbar bhārat mē̃ tum viśhva K|kē mālik thē nā .

30You children definitely were the masters of the world in Bharat.

20Dūsrā kōī dharm nahī̃ thā .

31There was no other religion at that time.

21Bāp ham bachchō̃ kō samjhātē haĩ ham phir āpkō samjhātē haĩ . 22Bābā kahtē haĩ tum bhāratvāsī kitnē sāhūkār thē .

32The Father explains this to us children and we then explain it to you: Baba says: You people of Bharat were so wealthy.

23Sarvguṇ sampann 16 kalā sampūrṇ dēvtā dharm thā , tum pavitra thē , kām kaṭārī nahī̃ chalātē thē .

33When there was the deity religion, you were 16 celestial degrees full. 34You were pure; you didn't use the sword of lust.

24Bahut dhanvān thē .

35You were so wealthy.

25Phir bāp kahtē haĩ tumnē itnā dēvālā kaisē nikālā hai - kāraṇ kā patā hai  ?

36The Father then says: Do you know the reason why you became bankrupt?

26Tum viśhva K|kē mālik thē .

37You were the masters of the world.

27Abhī tum viśhva K|kē gulām kyō̃ banē hō  ?

38Why is it that you have now become the slaves of the world?

28Sabhī sē karjā lētē rahtē hō .

39You continue to incur debt with everyone.

29Itnē sab paisē kahā̃ gayē  ?

40Where did you lose all that money?

30Jaisē bābā bhāṣhaṇ kar rahē haĩ vaisē tum bhī bhāṣhaṇ karō tō bahutō̃ kō ākarṣhaṇ hō .

41Deliver a lecture // Just as Baba gives a speech in the same way, you also give a speech and many will be attracted.

31Tum lōg bābā kō yād nahī̃ kartē hō tō kiskō tīr lagtā nahī̃ .

42You people don't remember Baba. 43This is why the arrow doesn't strike the target.

32Vah tākat nahī̃ miltī .

44You don't receive that power.

33Nahī̃ tō tumhārā ēk hī bhāṣhaṇ aisā sunē̃ tō kamāl hō jāē .

45Otherwise, if they were to hear even one such lecture of yours, there would be wonders taking place.

34Śhivbābā samjhātē haĩ bhagvān tō ēk hī hai .

46Shiv Baba says: God is only one.

35Jō duḥkh hartā sukh kartā hai , naī duniyā sthāpan karnē vālā hai .

47He is the Remover of Sorrow and the Bestower of Happiness, the One who establishes that new world.

36Isī bhārat par svarg thā .

48Bharat used to be heaven.

37Hīrē-javāharātō̃ K|kē mahal thē , ēk hī rājya thā .

49There were palaces studded with jewels and diamonds. 50There was just the one kingdom.

38Sab kṣhīrkhaṇḍ thē .

51Everyone was like milk and sugar.

39Jaisē bāp key|kī mahimā aparamapār hai , vaisē bhārat key|kī mahimā bhī aparamapār hai .

52Just as the praise of the Father is limitless, so the praise of Bharat is also limitless.

40Bhārat key|kī mahimā sunkar khuśh hōṅgē .

53People will be happy to hear the praise of Bharat.

41Bāp bachchō̃ sē pūchhtē haĩ - itnā dhan daulat kahā̃ ganvā diyā  ?

54The Father asks you children: Where did you lose all your wealth and property?

42Bhakti mārg mē̃ tum kitnā kharchā kartē āyē hō .

55You spent so much on the path of devotion.

43Kitnē mandir banātē hō .

56You built so many temples.

44Bābā kahtē haĩ khyāl karō - tum pāvan sē patit kaisē banē hō  ?

57Shiv Baba says: Just think about how you became impure from pure.

45Kahtē bhī hō nā - bābā duḥkh mē̃ āpkā simraṇ kartē haĩ , sukh mē̃ nahī̃ kartē . 46Parantu duḥkhī tumkō banātā kaun hai  ?

58You say that you remember God in times of sorrow. 59You don't remember Him when you are happy, but who makes you unhappy?

47Ghaṛī-ghaṛī bābā kā nām lētē rahō .

60Continue to mention Baba's name again and again.

48Tum bābā kā sandēśh dētē hō .

61Continue to give Baba's message.

49Bābā kahtē haĩ - hamnē tō svarg , śhivālay sthāpan kiyā , svarg mē̃ in lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya thā nā . 50Tum yah bhī bhūl gayē hō .

62Baba says: I established heaven, Shivalaya. 63There used to be the kingdom of Lakshmi and Narayan in heaven; you have even forgotten this.

51Tumkō yah bhī patā nahī̃ hai ki rādhē-kr̥iṣhṇa hī svayamvar kē bād lakṣhmī-nārāyaṇ bantē haĩ .

64You don't even know that it is Radhe and Krishna who become Lakshmi and Narayan after their wedding day.

52Śhrīkr̥iṣhṇa jō viśhva kā mālik thā , unkō kalaṅk baiṭh lagātē hō , mērē kō bhī kalaṅk lagātē hō .

65You defame Shri Krishna who was the master of the world; you even defame Me!

53Maĩ tumhārā sadgati dātā , tum mujhē kuttē billī , kaṇ-kaṇ mē̃ kah dētē hō .

66I am the Bestower of Salvation to you and yet you say that I am in the cats and dogs and in every particle.

54Bābā kahtē haĩ tum kitnē patit ban gayē hō .

67Baba says: You have become so impure.

55Bāp kahtē haĩ sarv kā sadgati dātā , patit-pāvan maĩ hū̃ .

68The Father says: I am the Bestower of Salvation to All and the Purifier.

56Tum phir patit-pāvnī gaṅgā kah dētē hō .

69You then say that the Ganges is the Purifier.

57Mērē sē yōg na lagānē sē tum aur hī patit ban paṛtē hō .

70Because you don’t have yoga with Me, you have become even more impure.

58Mujhē yād karō tō tumhārē vikarma vināśh hōṅgē .

71Remember Me and your sins will be absolved.

59Ghaṛī-ghaṛī bābā kā nām lēkar samjhāō tō śhivbābā yād rahēgā .

72Explain using Baba's name again and again and you will be able to remember Shiv Baba.

60Bōlō , ham bāp key|kī mahimā kartē haĩ , bāp khud kahtē haĩ maĩ kaisē sādhāraṇ patit tan mē̃ bahut janmō̃ K|kē ant mē̃ ātā hū̃ .

73Tell them: We are praising the Father. 74The Father Himself says: I enter an ordinary, impure body at the end of his many births.

61Inkē hī bahut janm haĩ .

75The many births are of this one.

62Yah ab mērā banā hai tō is rath dvārā tumkō samjhātā hū̃ .

76This one now belongs to Me and so I explain through this chariot.

63Yah apnē janmō̃ kō nahī̃ jāntē haĩ .

77This one doesn't know his own births.

64Bhāgīrath yah hai , inkē bhī vānaprasth avasthā mē̃ maĩ ātā hū̃ .

78He is Bhagirath (the Lucky Chariot) and I enter him in his stage of retirement.

65Śhivbābā aisā samjhātē haĩ .

79Shiv Baba explains in this way.

66Aisā bhāṣhaṇ kiskā sunā nahī̃ hai .

80Baba has never heard of anyone giving any such lectures.

67Bābā kā tō nām hī nahī̃ lētē haĩ .

81No one even mentions Baba's name.

68Sārā din bābā kō tō bilkul yād hī nahī̃ kartē haĩ .

82They don't remember Baba at all throughout the whole day.

69Jharmuī jhagmuī mē̃ lagē rahtē haĩ aur likhtē haĩ ki hamnē aisā bhāṣhaṇ kiyā , hamnē yah samjhāyā .

83They are busy gossiping and they write to Baba saying that they gave such a lecture and explained in a particular way.

70Bābā samajhtē haĩ ki abhī tō tum cīṭĩyā hō .

84Baba understands that you are still small ants.

71Makōṛē bhī nahī̃ banē hō aur ahaṅkār kitnā rahtā hai .

85You haven't even become big ants and yet there is so much ego.

72Samajhtē nahī̃ haĩ ki śhivbābā brahmā dvārā kahtē haĩ .

86Some don't understand that it is Shiv Baba who is explaining through Brahma.

73Śhivbābā kō tum bhūl jātē hō .

87You forget Shiv Baba.

74Brahmā par jhaṭ bigaṛtē haĩ .

88People very quickly get upset about Brahma.

75Bāp kahtē haĩ - tum mujhē hī yād karō , tumhārā kām hai mērē sē .

89The Father says: Remember Me alone. 90Only be concerned with Me.

76Mujhē yād kartē hō nā .

91You remember Me, do you not?

77Parantu tumkō bhī patā nahī̃ hai ki bāp kyā chīz hai , kab ātē haĩ .

92However, even you don't know who the Father is or when He comes.

78Gurū lōg tumkō kahtē haĩ ki kalp lākhō̃ varṣh kā hai aur bāp kahtē haĩ ki kalp hai hī 5 hazār varṣh kā .

93Gurus say that each cycle is of hundreds of thousands of years whereas the Father says that the cycle is only 5000 years.

79Purānī duniyā sō phir naī hōgī .

94This old world will become that new world.

80Naī sō phir purānī hōtī hai .

95That new world will then become old again.

81Ab naī dēhlī hai kahā̃  ?

96Where is New Delhi now?

82Dēhlī tō jab paristān hōgī tab naī dēhlī kahē̃gē .

97There will be New Delhi when it is the land of angels.

83Naī duniyā mē̃ naī dēhlī thī , jamunā ghāṭ par .

98There was New Delhi in the new world by the banks of the River Jamuna.

84Un par lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē mahal thē .

99There was the palace of Lakshmi and Narayan there.

85Paristān thā .

100It was a land of angels.

86Abhī tō kabristān hōnā hai , sab daphan hō jānē haĩ isliē bāp kahtē haĩ - mujh ūñch tē ūñch bāp kō yād karō tō pāvan banē̃gē .

101It is now to become a graveyard; everyone is to be buried. 102This is why the Father says: Remember Me, the highest-on-high Father, and you will become pure.

87Hamēśhā aisē bābā-bābā kahkar samjhāō .

103Always explain while saying "Baba, Baba" in this way.

88Bābā nām nahī̃ lētē hō isliē tumhārā kōī suntē nahī̃ haĩ .

104It is because you don't mention Baba's name that no one listens to you.

89Bābā key|kī yād na hōnē sē tumhārē mē̃ jauhar nahī̃ bhartā . 90Dēh-abhimān mē̃ tum ā jātē hō .

105Because you don’t remember Baba, you are unable to receive that power; you become body conscious.

91Bāndhēliyā̃ jō mār khātī haĩ vah tumsē jāstī yād mē̃ rahtī haĩ , kitnā pukārtī haĩ .

106Those who are in bondage and experience beatings remember Baba more than you do. 107They call out so much.

92Bāp kahtē haĩ tum sab drōpadiyā̃ hō nā .

108The Father says: All of you are Draupadis.

93Ab tumkō naṅgan hōnē sē bachātē haĩ .

109You have now been saved from being stripped.

94Mātāyē̃ bhī aisī kōī hōtī haĩ jinkō kalp pahlē bhī pūtanā ādi nām diyē thē .

110There are even some women who were given names such as Putna, etc. in the previous cycle.

95Tum bhūl gayē hō .

111You have forgotten that.

96Bāp kahtē haĩ bhārat jab śhivālay thā tō usē svarg kahā jātā thā .

112The Father says: When Bharat was the Temple of Shiva, it was called heaven.

97Yahā̃ phir jinkē pās|pass makān , vimān ādi haĩ vah samajhtē haĩ ham svarg mē̃ haĩ .

113Those who have property, aeroplanes, etc. here think that they are in heaven.

98Kitnē mūṛhmatī haĩ .

114They are so foolish.

99Her|har bāt mē̃ bōlō bābā kahtē haĩ .

115Whenever you say anything, start by saying "Baba says…".

100Yah haṭhyōgī tumkō mukti thōṛēhī dē saktē haĩ .

116Hatha yogis cannot grant you liberation.

101Jabki sarv kā sadgati dātā ēk hai phir gurū kisliē kartē hō  ?

117Since the Bestower of Salvation to All is just the One, why do you adopt gurus?

102Kyā tumkō sannyāsī bannā hai yā haṭhyōg sīkhkar brahm mē̃ līn hōnā hai  ?

118Do you want to become sannyasis and learn hatha yoga and merge into the brahm element?

103Līn tō kōī hō nahī̃ saktā .

119No one can become merged.

104Part sabkō bajānā hai .

120Everyone has to play his part.

105Sab actors avināśhī haĩ .

121All actors are imperishable.

106Yah anādi avināśhī drama hai , mōkṣh kiskō mil kaisē saktā hai .

122This drama is eternal and imperishable. 123How can anyone receive eternal liberation?

107Bāp kahtē haĩ maĩ in sādhuō̃ kā bhī uddhār karnē ātā hū̃ . 108Phir patit-pāvnī gaṅgā kaisē hō saktī .

124The Father says: I come to liberate even those sages, so how can the Ganges be the Purifier?

109Patit-pāvan tum mujhē kahtē hō nā .

125You call Me the Purifier.

110Tumhārā mērē sē yōg ṭūṭnē sē yah hall|hāl huā hai .

126By breaking your yoga away from Me, this is what your condition has become.

111Ab phir mērē sē yōg lagāō tō vikarma vināśh hōṅgē .

127Now have yoga with Me and your sins will be absolved.

112Muktidhām mē̃ pavitra ātmāyē̃ rahtī haĩ .

128Pure souls reside in the land of liberation.

113Abhī tō sārī duniyā patit hai .

129The whole world is now impure.

114Pāvan duniyā kā tumkō mālūm hī nahī̃ hai . 115Tum sab pujārī hō , pūjya ēk bhī nahī̃ .

130You don't know the pure world. 131All of you are worshippers; not a single one is worthy of worship.

116Tum bābā kā nām lēkar sabkō sujāg kar saktē hō .

132Mention Baba's name and you will be able to wake everyone up.

117Bāp jō viśhva kā mālik banātē haĩ - unkī tum glāni baiṭh kartē hō .

133You defame the Father who is making you into the masters of the world.

118Śhrīkr̥iṣhṇa chhōṭā bachchā , sarvguṇ sampann vah aisā dhandhā kaisē baiṭh karēgā .

134Shri Krishna is a small child full of all virtues. 135How could he do this business?

119Aur śhrīkr̥iṣhṇa sabkā father hō kaisē saktā .

136How could Shri Krishna be the Father of everyone?

120Bhagvān tō ēk hōtā hai nā .

137God is only one.

121Jab tak mērī śhrīmat par nahī̃ chalē̃gē tō kaṭ ( junk ) kaisē utarēgī .

138Unless you follow My shrimat, how would your rust be removed?

122Tum sabkī pūjā kartē rahtē hō tō kyā hālat hō gaī , isliyē phir mujhē ānā paṛtā hai .

139You have been worshipping everyone, and this is what your condition has become. 140This is why I have come again.

123Tum kitnē dharm karma bhraṣhṭa hō gayē hō .

141You have become corrupt in your religion and your actions.

124Batāō hindū dharm kisnē kab sthāpan kiyā  ?

142Tell me: Who established the Hindu religion and when was it established?

125Aisē achchhī lalkār sē bhāṣhaṇ karō .

143Lecture and issue a challenge in this way.

126Tumkō ghaṛī-ghaṛī bāp yād hī nahī̃ ātā hai .

144You repeatedly fail to remember the Father.

127Kabhī-kabhī kōī likhtē haĩ ki hamārē mē̃ tō jaisē bābā nē ākar bhāṣhaṇ kiyā .

145Sometimes, some children write that it was as though Baba entered them and gave their lecture.

128Bābā bahut madad kartē rahtē haĩ .

146Baba gives a lot of help.

129Tum yād kī yātrā mē̃ nahī̃ rahtē hō isliē chīṇṭī mārg key|kī service kartē hō .

147It is because you don't stay on the pilgrimage of remembrance that the service you do is at a crawling speed.

130Bābā kā nām lē̃gē tab hī kiskō tīr lagēgā .

148Only when you mention Baba's name can an arrow penetrate someone.

131Bābā samjhātē haĩ bachchē tumnē hī all-round 84 kā chakra lagāyā hai tō tumkō hī ākar samjhānā paṛē .

149Baba says: Children, it is only you who have been around the cycle of 84 births. 150Therefore, I have come to explain to only you.

132Maĩ bhārat mē̃ hī ātā hū̃ .

151I only enter Bharat.

133Jō pūjya thē vah pujārī bantē haĩ .

152Those who become worthy of worship then become worshippers.

134Maĩ tō pūjya pujārī nahī̃ bantā hū̃ .

153I neither become worthy of worship nor do I become a worshipper.

135 «  bābā kahtē haĩ , bābā kahtē haĩ ' ' , yah tō dhun lagā dēnī chāhiē .

154Keep saying, "Baba says, Baba says." 155Keep repeating this like a chant.

136Tum jab aisē-aisē bhāṣhaṇ karō , jab aisā ham sunē̃ tab samajhē̃ ki ab tum chīṇṭī sē makōṛē banē hō .

156When Baba hears that you lecture in this way, He will understand that you have become big ants from small ants.

137Bāp kahtē haĩ maĩ tumkō paṛhātā hū̃ , tum sirph māmēkam yād karō .

157The Father says: I am teaching you. 158You must simply, constantly remember Me alone.

138Is rath dvārā tumkō sirph kahtā hū̃ ki mujhē yād karō .

159I simply tell you through this chariot to remember Me alone.

139Rath kō thōṛēhī yād karnā hai .

160You mustn't remember the chariot.

140Bābā aisē kahtē haĩ , bābā yah samjhātē haĩ , aisē-aisē tum bōlō phir dēkhō tumhārā kitnā prabhāv nikaltā hai .

161When you say "Baba says this, Baba explains this", you will see how impressed they become.

141Bāp kahtē haĩ dēh sahit sabhī sambandhō̃ sē buddhi kā yōg tōṛō .

162The Father says: Break your intellects’ yoga away from your bodies and all your bodily relations.

142Apnī dēh bhī chhōṛī tō bākī rahī ātmā .

163Once you have renounced your bodies, just you souls remain.

143Apnē kō ātmā samajh mujh bāp kō yād karō .

164Consider yourselves to be souls and remember Me, the Father.

144Kaī kahtē haĩ «  aham brahmasmi ' ' māyā K|kē ham mālik haĩ .

165Some say "I am brahm" and some say “I am a master of Maya.”

145Bāp kahtē haĩ tum yah bhī nahī̃ jāntē ki māyā kiskō kahā jātā aur sampatti kiskō kahā jātā hai  !

166The Father says: You don’t even understand what Maya is and what wealth is.

146Tum dhan kō māyā kah dētē hō .

167You even call wealth “Maya”.

147Aisē-aisē tum samjhā saktē hō .

168You can explain in this way.

148Bahut achchhē-achchhē bachchē murlī bhī nahī̃ paṛhtē haĩ .

169Many very good children don't even read the murlis, they don't remember the Father.

149Bāp kō yād nahī̃ kartē tō tīr nahī̃ lagtā kyōṅki yād kā bal nahī̃ miltā hai .

170So, because they do not have the power of remembrance, their arrows don't strike the target.

150Bal miltā hai yād sē . 151Jis yōgbal sē tum viśhva K|kē mālik bantē hō .

171It is by having remembrance that you receive power, and it is through this power of yoga that you become the masters of the world.

152Bachchē her|har bāt mē̃ bābā kā nām lētē rahō tō kabhī kōī kuchh kah na sakē .

172If you children continually mention Baba's name, no one can say anything.

153Sarv kā bhagvān bāp tō ēk hai yā sabhī bhagvān haĩ  ?

173Is the God of everyone the one Father or is everyone God?

154Kahtē haĩ ham phalānē sannyāsī K|kē followers haĩ .

174They say that they are followers of a particular sannyasi.

155Ab vah sannyāsī aur tum gr̥ihasthī tō tum followers kaisē ṭhaharē  ?

175Ask them: They are sannyasis and you are householders. 176So, how can you be their followers?

156Gātē bhī haĩ jhūṭhīmāyā , jhūṭhīkāyā , jhūṭhā sab saṅsār .

177It is said: “Maya is false. 178Bodies are false. 179The whole world is false.”

157Sachchā tō ēk hī bāp hai .

180Only the one Father is the Truth.

158Vah jab tak na āyē tō ham sachchē nahī̃ ban saktē haĩ .

181We cannot become true until He comes.

159Mukti-jīvanmukti dātā ēk hī hai .

182The Bestower of Liberation and Liberation-in-Life is only the One.

160Bākī kōī bhī mukti thōṛēhī dētē haĩ jō ham unkē banē̃ .

183No one else can grant liberation and make us belong to Him.

161Bābā kahtē haĩ yah bhī drama mē̃ thā .

184Baba says: This too is fixed in the drama.

162Ab sāvdhān hō āṅkhē̃ khōlō .

185Now open your eyes and be careful.

163Bābā aisē kahtē haĩ , yah kahnē sē tum chhūṭ jāyēṅgē .

186By saying "Baba says this", you will not be blamed.

164Tumhārē ūpar kōī bakavād nahī̃ karē̃gē .

187No one will say anything negative.

165Trimūrti śhivbābā kahnā hai , sirph śhiv nahī̃ .

188Do not just say “Shiv” but say “Trimurti Shiv Baba”.

166Trimūrti kō kisnē rachā  ?

189Who created the Trimurti?

167Brahmā dvārā sthāpanā kaun karātē haĩ  ?

190Who carries out establishment through Brahma?

168Kyā brahmā creator haĩ  ?

191Is Brahma the Creator?

169Aisē-aisē naśhē sē bōlō tab kām kar saktē hō .

192Only when you speak with such intoxication will you be able to achieve anything.

170Nahī̃ tō dēh-abhimān mē̃ baiṭh bhāṣhaṇ kartē haĩ .

193Otherwise, it is just like lecturing in body consciousness.

171Bāp samjhātē haĩ yah anēk dharmō̃ kā kalpa vr̥ikṣha hai .

194The Father explains: This is the kalpa tree of innumerable religions.

172Pahlē-pahlē hai dēvī-dēvtā dharm .

195First of all, there is the deity religion.

173Ab vah dēvtā dharm kahā̃ gayā  ?

196Where has that deity religion gone to?

174Lākhō̃ varṣh kah dētē haĩ yah tō 5 hazār varṣh key|kī bāt hai .

197They speak of hundreds of thousands of years, but this is a matter of only 5000 years.

175Tum mandir bhī unhō̃ K|kē banātē rahtē hō .

198They also continue to build their temples.

176Dikhātē haĩ pāṇḍavō̃ aur kauravō̃ key|kī laṛāī lagī .

199They have spoken of a war between the Pandavas and the Kauravas.

177Pāṇḍav pahāṛō̃ par gal marē phir kyā huā  ?

200What happened after the Pandavas melted away on the mountain?

178Maĩ kaisē hiṅsā karũgā .

201How could I commit violence?

179Maĩ tō tumkō ahiṃsak vaiṣhṇav banātā hū̃ .

202I make you into non-violent Vaishnavs.

180Kām kaṭārī na chalānā , uskō hī vaiṣhṇav kahtē haĩ . 181Vah haĩ viṣhṇu key|kī vaṅśhāvalī .

203It is those who never use the sword of lust and who belong to the dynasty of Vishnu who are Vaishnavs.

182Achchhā  !

204Achcha.

183Mīṭhē-mīṭhēsikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

205To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and Good morning from the Mother, the Father, BapDada.

184Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

206The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

185Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

207Essence for dharna:

1861 ) service mē̃ saphaltā prāpt karnē kē liē ahaṅkār kō chhōṛ her|har bāt mē̃ bābā kā nām lēnā hai .

2081. In order to be successful in the serviceyou do, renounce arrogance and continue to mention Baba's name in all contexts.

187Yād mē̃ rahkar sēvā karnī hai .

209Stay in remembrance and do service.

188Jharmuī-jhagmuī mē̃ apnā time west|waste nahī̃ karnā hai .

210Don't waste your time in gossiping.

1892 ) sachchā-sachchā vaiṣhṇav bannā hai .

2112. Become a true Vaishnav.

190Kōī bhī hiṅsā nahī̃ karnī hai .

212Don't commit any violence.

191Dēh sahit sabhī sambandhō̃ sē buddhiyōg tōṛ dēnā hai .

213Break your intellect’s yoga away from your body and all bodily relations.

Blessing

192Vardān  : hā̃ jī K|kē pāṭh dvārā sēvāō̃ mē̃ mahān bannē vālē sarv key|kī duāō̃ K|kē pātr bhav

214Blessing: May you become great in serving by learning the lesson of “Ha ji” (Yes indeed) and become worthy of receiving everyone’s blessings.

193Kōī bhī sēvā khuśhī aur umaṅg sē kartē huē sadā dhyān rahē ki jō sēvā hō usmē̃ sarv key|kī duāyē̃ prāpt hō̃ kyōṅki jahā̃ duāyē̃ hōṅgī vahā̃ mēhnat nahī̃ hōgī .

215While doing service in happiness and with enthusiasm, also pay attention to the way you do service so that you also receive everyone’s blessings. 216This is because, where there are blessings, there will not be hard work.

194Abhī yahī lakṣhya hō ki jiskē bhī samparka mē̃ āyē̃ uskī duāyē̃ lētē jāē̃ .

217Now, simply have the aim of receiving blessings from those you come into contact with.

195Hā̃ jī kā pāṭh hī duāyē̃ lēnē kā sādhan hai .

218Learning the lesson of “Ha ji” is the way to receive blessings.

196Kōī wrong bhī hai tō usē wrong kahkar dhakkā dēnē kē bajāē sahārā dēkar khaṛā karō .

219Even if some are wrong, do not push them down further by saying that they are wrong, but give them support and enable them to stand up.

197Sahyōgī banō . 198Tō ussē bhī santuṣhṭatā key|kī duāyē̃ milē̃gī .

220Be co-operative and you will receive blessings from them through their contentment.

199Jō duāyē̃ lēnē mē̃ mahān bantē haĩ vē|way svataḥmahān ban jātē haĩ .

221Those who become great in receiving blessings become great automatically.

Slogan

200Slōgan  : hard worker K|kē sāth-sāth apnī sthiti bhī hard ( majbūt ) banānē kā lakṣhya rakhō .

222Slogan: As well as being a hard worker, also keep the aim of becoming hard (strong) in your stage.

223*** Om Shanti ***

201Avyakt iśhārē - svayã aur sarv kē prati mansā dvārā yōg key|kī śhaktiyō̃ kā prayōg karō

224Avyakt Signal: Experiment on yourself and others with your mind with the powers of yoga.

202Yōg kā prayōg arthāt apnē śhuddha saṅkalpō̃ kā prayōg tan par , man par , saṅskārō̃ par anubhav kartē āgē baṛhtē jāō , ismē̃ ēk dō kō nahī̃ dēkhō .

225The experimentation of yoga means to experiment and see the effects of your pure thoughts on your body, mind and sanskars, and you will then continue to move forward. 226In this, do not look at one another.

203Yah kyā kartē , yah nahī̃ kartē , purānē kartē vā nahī̃ kartē , yah nahī̃ dēkhō .

227“What is this one doing? 228This one is not doing this! 229Are the older ones doing this or not?”

204Pahlē maĩ is anubhav mē̃ āgē ā jāū̃ kyōṅki yah apnē āntarik puruṣhārth key|kī bāt hai .

230Do not look at these things. 231First of all, experience this effect because this is a matter of personal effort.

205Jab aisē vyaktigat rūp mē̃ isī prayōg mē̃ lag jāyēṅgē , vr̥iddhi kō pātē rahē̃gē tak ēk ēk K|kē śhānti key|kī śhakti kā saṅgaṭhit rūp mē̃ viśhva K|kē sāmnē prabhāv paṛēgā .

232When you busy yourself in making personal effort in this way and you experience growth in yourself, then the collective power of the silence of each one will make an impact on the world.