शनिवार 25 अक्टूबर 2025 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

025-10-2025 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

025/10/25 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhēbaccē - saṅgamyug par hī tumhē̃ ātma-abhimānī bannē key|kī mēhnat karnī paṛtī satyug athavā kaliyug mē̃ yah mēhnat hōtī nahī̃ ' '

1Essence: Sweet children, it is only at the confluence age that you have to make the effort to become soul conscious. 2You don't have to labour in this way in the golden or iron age.

Question

2Praśhna  : śhrīkr̥iṣhṇa kā nām unkē mā̃ bāp sē bhī adhik bālā hai , kyō̃  ?

3Question: Why is the name of Shri Krishna more famous than those of his parents?

Answer

3Uttar  : kyōṅki śhrīkr̥iṣhṇa sē pahlē jinkā bhī janm hōtā hai vō janm yōgbal sē nahī̃ hōtā .

4Answer: 1. Because none of those who take birth before Shri Krishna are born through the power of yoga.

4Śhrīkr̥iṣhṇa K|kē mā̃ bāp nē kōī yōgbal sē janm nahī̃ liyā hai .

5Shri Krishna's parents too are not born through the power of yoga.

52 - pūrī karmātīt avasthā vālē rādhē-kr̥iṣhṇa hī haĩ , vahī sadgati kō pātē haĩ .

62. It is only the Radhe and Krishna souls who attain the full karmateet stage and they are the ones who receive total salvation.

6Jab sab pāp ātmāyē̃ khatm hō jātī haĩ tab gulgul ( pāvan ) naī duniyā mē̃ śhrīkr̥iṣhṇa kā janm hōtā hai , usē hī vaikuṇṭha kahā jātā hai .

7When sinful souls no longer remain, Shri Krishna takes birth in a pure, new, beautiful world which is called Paradise.

73 - saṅgam par śhrīkr̥iṣhṇa key|kī ātmā nē , sabsē adhik puruṣhārth kiyā hai isliē unkā nām bālā hai .

83. The Shri Krishna soul makes the most effort at the confluence age. 9This is why his name is glorified.

Murli

8Ōm śhānti .

10Om shanti.

9Mīṭhē-mīṭhērūhānī bachchō̃ kō rūhānī bāp baiṭh samjhātē haĩ .

11The spiritual Father sits here and explains to you sweetest, spiritual children.

105 hazār varṣh kē bād ēk hī bār bachchō̃ kō ākar paṛhātē haĩ , pukārtē bhī haĩ ki ham patitō̃ kō ākar pāvan banāō .

12Only once every 5000 years does He come and teach you children. 13People call out: “Come and purify us impure ones!”

11Tō siddha hōtā hai ki yah patit duniyā hai .

14This proves that this is an impure world.

12Naī duniyā , pāvan duniyā thī .

15The new world was a pure world.

13Nayā makān ḵẖūbṣhūrat hōtā hai . 14Purānā jaisē ṭūṭā phūṭā hō jātā hai . 15Barsāt mē̃ gir paṛtā hai .

16A new building is beautiful and an old building is dilapidated and crumbles; it collapses in the rain.

16Abhī tum bachchē jāntē hō bāp āyā hai naī duniyā banānē .

17You children know that the Father has now come to make this world new.

17Abhī paṛhā rahē haĩ . 18Phir 5 hazār varṣh kē bād paṛhāyēṅgē .

18He is now teaching you and will teach you again after 5000 years.

19Aisē kabhī kōī sādhū-santa ādi apnē followers kō nahī̃ paṛhāyēṅgē .

19None of the sages or holy men teach their followers in this way.

20Unkō yah patā hī nahī̃ hai . 21Na khēl kā patā hai kyōṅki nivr̥itti mārg vālē haĩ .

20Because they belong to the path of isolation, neither do they know this nor do they know the play.

22Bāp bigar kōī bhī sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant kā rāz samjhā na sakē .

21No one except the Father can tell you the secrets of the beginning, the middle and the end of the world.

23Ātma-abhimānī bannē mē̃ hī bachchō̃ kō mēhnat hōtī hai kyōṅki ādhākalp mē̃ tum kabhī ātma-abhimānī banē nahī̃ hō .

22It is in becoming soul conscious that you children find it laborious, because you haven't been soul conscious for half a cycle.

24Ab bāp kahtē haĩ apnē kō ātmā samjhō .

23The Father says: Now consider yourselves to be souls.

25Aisē nahī̃ ki ātmā sō paramātmā .

24Don't think that souls are the Supreme Soul, no.

26Nahī̃ , apnē kō ātmā samajh parampitā paramātmā śhiv kō yād karnā hai .

25Consider yourselves to be souls and remember the Supreme Father, the Supreme Soul, Shiva.

27Yād kī yātrā mukhya hai , jissē hī tum patit sē pāvan bantē hō .

26The pilgrimage of remembrance, through which you become pure from impure is the main thing.

28Ismē̃ kōī sthūl bāt nahī̃ .

27There is nothing physical about this.

29Kōī nāk kān ādi nahī̃ band karnā hai .

28You don't have to block your ears or nose.

30Mūl bāt hai - apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karnā .

29The main thing is to consider yourselves to be souls and remember the Father.

31Tum ādhākalp sē hirē huē hō - dēh-abhimān mē̃ rahnē K|kē .

30You have developed the habit of body consciousness over half a cycle.

32Pahlē apnē kō ātmā samajhē̃gē tab bāp kō yād kar sakē̃gē .

31When you first consider yourselves to be a souls, you will then be able to remember the Father.

33Bhakti mārg mē̃ bhī bābā-bābā kahtē ātē haĩ .

32On the path of devotion too, people have been calling out: “Baba, Baba!”

34Bachchē jāntē haĩ satyug mē̃ ēk hī laukik bāp hai .

33You children know that you only have one father, a physical father, in the golden age.

35Vahā̃ pārlaukik bāp kō yād nahī̃ kartē haĩ kyōṅki sukh hai .

34There, no one remembers the Father from beyond because they are happy there.

36Bhakti mārg mē̃ phir dō bāp ban jātē haĩ . 37Laukik aur pārlaukik .

35Then, on the path of devotion, you have two fathers: physical and spiritual.

38Duḥkh mē̃ sab pārlaukik bāp kō yād kartē haĩ .

36Everyone remembers the Father from beyond at a time of sorrow.

39Satyug mē̃ bhakti hōtī nahī̃ .

37There is no devotion in the golden age.

40Vahā̃ tō hai hī gyān kī prālabdha .

38There, you experience the reward of this knowledge.

41Aisē nahī̃ ki gyān rahtā hai . 42Is samay K|kē gyān kī prālabdha miltī hai .

39It isn't that you have this knowledge there; you simply receive the reward of this knowledge that you study at this time.

43Bāp tō ēk hī bār ātē haĩ .

40The Father only comes once.

44Ādhākalp bēhad K|kē bāp kā , sukh kā varsā rahtā hai .

41For half a cycle you have the inheritance of happiness that you receive from the unlimited Father.

45Phir laukik bāp sē alpkāl kā varsā miltā hai .

42Then you receive temporary inheritances from your physical fathers.

46Yah manuṣhya nahī̃ samjhā saktē .

43Human beings can't explain this.

47Yah hai naī bāt , 5 hazār varṣh mē̃ saṅgamyug par ēk hī bār bāp ātē haĩ , jabki kaliyug ant , satyug ādi kā saṅgam hōtā hai tab hī bāp ātē haĩ - naī duniyā phir sē sthāpan karnē .

44This is something new. 45The Father only comes once in 5000 years, at the confluence age. 46When it is the confluence of the end of the iron age and the beginning of the golden age, the Father comes to establish a new world once again.

48Naī duniyā mē̃ in lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya thā phir trētā mē̃ rāmrājya thā .

47It was the kingdom of Lakshmi and Narayan in the new world and it was then the kingdom of Rama in the silver age.

49Bākī dēvtāō̃ ādi K|kē jō itnē chitra banāyē haĩ vah sab haĩ bhakti mārg kī sāmagrī .

48All the pictures of the deities that have been created are the paraphernalia of the path of devotion.

50Bāp kahtē haĩ in sabkō bhūl jāō .

49The Father says: Forget all of that.

51Abhī apnē ghar kō aur naī duniyā kō yād karō .

50Now remember your home and the new world.

52Gyān mārg hai samajh kā mārg , jissē tum 21 janm samajhdār ban jātē hō .

51The path of this knowledge is the path of understanding. 52On this path, you become sensible for 21 births.

53Kōī duḥkh nahī̃ rahtā .

53There is no sorrow there.

54Satyug mē̃ kabhī kōī aisē nahī̃ kahē̃gē ki hamkō śhānti chāhiē .

54No one in the golden age says that he wants peace.

55Kahā jātā hai nā - māṅgnē sē marnā bhalā .

55There is a saying, "It is better to die than to ask for anything".

56Bāp tumkō aisā sāhūkār banā dētē haĩ jō dēvtāō̃ kō bhagvān sē kōī chīz māṅgnē key|kī darkār nahī̃ rahtī .

56The Father makes you into such wealthy deities that you don't need to ask God for anything.

57Yahā̃ tō duā māṅgtē haĩ nā .

57Here, people ask for blessings.

58Pope ādi ātē haĩ tō kitnē duā lēnē jātē haĩ .

58So many people go to receive blessings when the Pope, etc. comes.

59Pope kitnō̃ key|kī śhādiyā̃ karātē haĩ .

59The Pope performs a wedding ceremony for so many people.

60Bābā tō yah kām nahī̃ kartē .

60Baba doesn't do those things.

61Bhakti mārg mē̃ jō past hō gayā hai sō ab hō rahā hai sō phir repeat hōgā .

61Whatever happened in the past on the path of devotion, it is now happening again and will repeat.

62Din-pratidin bhārat kitnā girtā jātā hai .

62Day by day, Bharat is falling so much.

63Abhī tum hō saṅgam par . 64Bākī sab haĩ kaliyugī manuṣhya .

63You are now at the confluence age and everyone else is in the iron age.

65Jab tak yahā̃ na āyē̃ tab tak kuchh bhī samajh na sakē̃ ki abhī saṅgam hai vā kaliyug hai  ?

64Until they come here, they will not be able to understand whether it is now the confluence age or the iron age.

66Ēk hī ghar mē̃ bachchē samajhtē haĩ saṅgam par haĩ , bāp kahē̃gē ham kaliyug mē̃ haĩ tō kitnī taklīph hō paṛtī hai .

65In the same family the children might believe themselves to be at the confluence age, whereas the father might say that he is in the iron age.

67Khān-pān ādi kā bhī jhañjhaṭ hō paṛtā hai .

66There is then so much difficulty; there is so much complication over food and drink.

68Tum saṅgam-yugī hō śhuddha pavitra bhōjan khānē vālē .

67You, who belong to the confluence age, are those who eat pure food.

69Dēvtāyē̃ kabhī pyāz ādi thōṛēhī khātē haĩ .

68Deities never eat onions, etc.

70In dēvtāō̃ kō kahā hī jātā hai nirvikārī .

69Deities are called viceless.

71Bhakti mārg mē̃ sab tamōpradhān ban gayē haĩ .

70Everyone on the path of devotion has become tamopradhan.

72Ab bāp kahtē haĩ satōpradhān banō .

71The Father says: Now become satopradhan.

73Kōī bhī aisā nahī̃ hai jō samajhē̃ ki ātmā pahlē satōpradhān thī phir tamōpradhān banī hai kyōṅki vah tō ātmā kō nirlēp samajhtē haĩ .

72No one understands that souls are satopradhan at first and that they have now become tamopradhan because they consider souls to be immune to the effect of action.

74Ātmā sō paramātmā hai , aisē-aisē kah dētē haĩ .

73They say that each soul is the Supreme Soul.

75Bāp kahtē haĩ gyān sāgar maĩ hī hū̃ , jō is dēvī-dēvtā dharm K|kē hōṅgē vah sab ākar phir sē apnā varsā lē̃gē .

74The Father says: Only I am the Ocean of Knowledge. 75Everyone who belongs to this deity religion will come and claim their inheritance once again.

76Abhī sapling lag rahī hai .

76The sapling is now being planted.

77Tum samajh jāyēṅgē - yah itnā ūñch pad pānē lāyak nahī̃ hai .

77You can understand when someone is not worthy of claiming a high status.

78Ghar mē̃ jākar śhādiyā̃ ādi kartē chhī-chhī hōtē rahtē haĩ .

78Some return home, get married and continue to become dirty.

79Tō samjhāyā jātā hai ūñch pad pā nahī̃ saktē . 80Yah rājāī sthāpan hō rahī hai .

79It is then explained that they cannot claim a high status; a kingdom is being established.

81Bāp kahtē haĩ - maĩ tumkō rājāō̃ kā rājā banātā hū̃ tō prajā jarūr banānī paṛē .

80The Father says: I am making you into the kings of kings. 81Therefore, subjects would surely have to be created.

82Nahī̃ tō rājya kaisē pāyēṅgē .

82How else would you attain a kingdom?

83Yah gītā K|kē akṣhar haĩ nā - inkō kahā hī jātā hai gītā kā yug .

83These words are in the Gita. 84This is called the age of the Gita.

84Tum rājyōg sīkh rahē hō - jāntē hō ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm kā foundation lag rahā hai .

85You are studying Raja Yoga. 86You know that the foundation of the original, eternal, deity religion is being laid.

85Sūryavanśhī-chandravanśhī dōnō̃ rājāī sthāpan hō rahī haĩ .

87The sun dynasty and moon dynasty kingdoms are being established.

86Brāhmaṇ kul sthāpan hō chukā hai . 87Brāhmaṇ hī phir sūryavanśhī-chandravanśhī bantē haĩ .

88The Brahmin clan has been established and it is Brahmins who will then become part of the sun and moon dynasties.

88Jō achchhī rīti mēhnat karē̃gē vah sūryavanśhī banē̃gē .

89Those who make effort very well will become part of the sun dynasty.

89Aur dharm vālē jō ātē haĩ vah ātē hī haĩ apnē dharm key|kī sthāpanā karnē .

90Other founders of religions simply come to establish their own religion.

90Pīchhē us dharm key|kī ātmāyē̃ ātī rahtī haĩ , dharm key|kī vr̥iddhi hōtī jātī hai .

91Then, later, the souls of that religion continue to follow them down, as their religion continues to expand.

91Samjhō kōī kriściyan hai tō unhō̃ kā bījrūp Christ ṭhaharā|ṭhahrā .

92For instance, the seed of the Christian religion is Christ.

92Tumhārā bījrūp kaun hai  ?

93Who is your Seed?

93Bāp , kyōṅki bāp hī ākar svarg key|kī sthāpanā kartē haĩ brahmā dvārā .

94The Father, because He comes and establishes heaven through Brahma.

94Brahmā kō hī prajāpitā kahā jātā hai .

95Brahma is called the Father of People (Prajapita).

95Rachtā nahī̃ kahē̃gē .

96He is not called the Creator.

96In dvārā bachchē adopt kiyē jātē haĩ .

97Children are adopted through him.

97Brahmā kō bhī tō create kartē haĩ nā .

98Brahma too is created, is he not?

98Bāp ākar pravēśh kar yah rachtē haĩ .

99The Father comes and enters him and creates him.

99Śhiv-bābā kahtē haĩ tum mērē bachchē hō .

100Shiv Baba says: You are My child.

100Brahmā bhī kahtē haĩ tum mērē sākārī bachchē hō .

101Brahma says: You are my corporeal children.

101Abhī tum kālē chhī-chhī ban gayē hō .

102You have become dirty and ugly.

102Ab phir brāhmaṇ banē hō .

103You have now become Brahmins.

103Is saṅgam par hī tum puruṣhōttam dēvī-dēvtā bannē key|kī mēhnat kartē hō .

104It is at this confluence age that you make effort to become the most elevated deities.

104Dēvtāō̃ kō aur śhūdrō̃ kō kōī mēhnat nahī̃ karnī paṛtī , tum brāhmaṇō̃ kō mēhnat karnī paṛtī hai dēvtā bannē kē liē .

105Deities and shudras don't have to make this effort. 106You Brahmins have to make effort in order to become deities.

105Bāp ātē hī haĩ saṅgam par .

107The Father only comes at a confluence age.

106Yah hai bahut chhōṭā yug isliē inkō leap yug kahā jātā hai .

108This age is very short, which is why it is called a leap age.

107Inkō kōī jāntē nahī̃ .

109No one knows this.

108Bāp kō bhī mēhnat lagtī hai .

110The Father also has to make effort.

109Aisē nahī̃ ki jhaṭ sē naī duniyā ban jātī hai .

111It isn't that the new world is created instantly.

110Tumkō dēvtā bannē mē̃ time lagtā hai .

112It takes time for you to become deities.

111Jō achchhē karma kartē haĩ tō achchhē kul mē̃ janma lētē haĩ .

113Those who perform good actions take birth in a good home.

112Abhī tum number-vār puruṣhārth anusār gul-gul ban rahē hō .

114You are now becoming beautiful, numberwise, according to the efforts you make.

113Ātmā hī bantī hai .

115It is souls that become this.

114Abhī tumhārī ātmā achchhē karma sīkh rahī hai .

116You souls are now learning to perform good actions.

115Ātmā hī achchhē vā burē saṅskār lē jātī hai .

117Souls carry their good and bad sanskars with them.

116Abhī tum gul-gul ( fool|phūl ) ban achchhē ghar mē̃ janma lētē rahē̃gē .

118You are now becoming beautiful flowers and you will then continue to take birth in good homes.

117Yahā̃ jō achchhā puruṣhārth kartē haĩ , tō jarūr achchhē kul mē̃ janm lētē hōṅgē .

119Those who make good effort here will definitely take birth in good homes.

118Number-vār tō haĩ nā .

120After all, it is numberwise.

119Jaisē-jaisē karma kartē haĩ aisā janma lētē haĩ .

121You take birth according to the acts you perform.

120Jab burē karma karnē vālē bilkul khatm hō jātē haĩ phir svarg sthāpan hō jātā hai , chāṇṭachūṭ hōkar .

122When there are no longer those who perform bad acts, heaven will be established; the selection will have taken place.

121Tamōpradhān jō bhī haĩ vah khatm hō jātē haĩ . 122Phir nayē dēvtāō̃ kā ānā śhurū hōtā hai .

123Everyone who is tamopradhan will be destroyed and the new deities will then begin to come down.

123Jab bhraṣhṭāchārī sab khatm hō jātē haĩ tab śhrīkr̥iṣhṇa kā janm hōtā hai , tab tak badlī|badalī sadlī hōtī rahtī hai .

124After all of the corrupt ones have been destroyed, it is then that Shri Krishna takes birth. 125Until then, there continues to be change.

124Jab kōī chhī-chhī nahī̃ rahēgā tab śhrīkr̥iṣhṇa āyēgā , tab tak tum ātē jātē rahē̃gē .

126Shri Krishna will come when no one dirty remains. 127Until then, they will continue to come and go.

125Śhrīkr̥iṣhṇa kō receive karnē vālē mā̃ bāp bhī pahlē sē chāhiē nā .

128Shri Krishna's parents will be needed in advance to receive him.

126Phir sab achchhē-achchhē rahē̃gē . 127Bākī chalē jāyēṅgē , tab hī uskō svarg kahā jāyēgā .

129At that time, only good ones will remain; everyone else will have left. 130Only then will it be called heaven.

128Tum śhrīkr̥iṣhṇa kō receive karnē vālē rahē̃gē .

131Only you who receive Shri Krishna will remain.

129Bhal tumhārā chhī-chhī janm hōgā kyōṅki rāvaṇ rājya hai nā . 130Śhuddha janm tō hō na sakē .

132You will have taken birth through poison, because this is still Ravan's kingdom; they can't have pure births.

131Gul-gul ( pavitra ) janm śhrīkr̥iṣhṇa kā hī pahlē-pahlē hōtā hai .

133Only Shri Krishna can take the first pure birth.

132Uskē bād naī duniyā vaikuṇṭha kahā jātā hai .

134After that, the world is called a new world of Paradise.

133Śhrīkr̥iṣhṇa bilkul gul-gul naī duniyā mē̃ āyēṅgē .

135Shri Krishna will come into that completely beautiful, new world.

134Rāvaṇ sampradāy bilkul khatm hō jāyēgī .

136Ravan's community will have been completely destroyed.

135Śhrīkr̥iṣhṇa kā nām unkē mā̃-bāp sē bhī bahut bālā hai .

137Shri Krishna's name is much more famous than those of his parents.

136Śhrīkr̥iṣhṇa K|kē mā̃-bāp kā nām itnā bālā nahī̃ hai .

138The names of Shri Krishna’s parents are not that well known.

137Śhrīkr̥iṣhṇa sē pahlē jinkā janm hōtā hai vō yōgbal sē janm nahī̃ kahē̃gē .

139Those who take birth before Shri Krishna do not take birth through the power of yoga.

138Aisē nahī̃ śhrīkr̥iṣhṇa K|kē mā̃-bāp nē yōgbal sē janma liyā hai .

140It isn’t that Shri Krishna’s parents take birth through the power of yoga; no.

139Nahī̃ , agar aisā hōtā tō unhō̃ kā bhī nām bālā hōtā .

141If it were like that, their names would also be well known.

140Tō siddha hōtā hai unkē mā̃-bāp nē itnā puruṣhārth nahī̃ kiyā hai jitnā śhrīkr̥iṣhṇa nē kiyā hai .

142This proves that Shri Krishna’s parents did not make as much effort as Shri Krishna did.

141Yah sab bātē̃ āgē chal tum samajhtē jāyēṅgē .

143You will continue to understand these things more as you make further progress.

142Pūrī karmātīt avasthā vālē rādhē-kr̥iṣhṇa hī haĩ .

144Only Radhe and Krishna have the full karmateet stage.

143Vahī sadgati mē̃ ātē haĩ .

145They are the ones who go into salvation first.

144Pāp ātmāyē̃ sab khatm hō jātī haĩ tab unhō̃ kā janm hōtā hai phir kahē̃gē pāvan duniyā isliē śhrīkr̥iṣhṇa kā nām bālā hai .

146They take birth when all the sinful souls no longer remain. 147It is then called a pure world. 148This is why Shri Krishna’s name is well known.

145Mā̃-bāp kā itnā nahī̃ .

149His parents’ names are not well known.

146Āgē chal tumkō bahut sākṣhātkār hōṅgē .

150As you make further progress, you will have many visions.

147Time tō paṛā hai .

151There is still time left.

148Tum kiskō bhī samjhā saktē hō - ham yah bannē kē liē paṛh rahē haĩ .

152You can explain to anyone: "This is what we are studying to become.

149Viśhva mē̃ inkā rājya ab sthāpan hō rahā hai .

153Their kingdom is now being established in the world.

150Hamārē liē tō naī duniyā chāhiē .

154The new world is needed for us."

151Abhī tumkō daivī sampradāy nahī̃ kahē̃gē .

155As yet, you are not called the deity community.

152Tum hō brāhmaṇ sampradāy . 153Dēvtā bannē vālē hō .

156You are the Brahmin community; you are going to become deities.

154Daivī sampradāy ban jāyēṅgē phir tumhārī ātmā aur śharīr dōnō̃ svachchha hōṅgē .

157When the deity community is created, both you, the souls, and your bodies will be pure.

155Abhī tum saṅgam-yugī puruṣhōttam bannē vālē hō .

158At the moment, you are at the confluence age and becoming the most elevated ones.

156Yah sārī mēhnat key|kī bāt hai .

159All of this is a matter of making effort.

157Yād sē vikarmājīt bannā hai .

160You have to conquer performing sinful acts by having remembrance.

158Tum khud kahtē hō yād ghaṛī-ghaṛī bhūl jātī hai .

161You yourselves say that you repeatedly forget to have remembrance.

159Bābā picnic par baiṭhtē haĩ tō bābā kō khyāl rahtā hai . 160Ham yād mē̃ nahī̃ rahē̃gē tō bābā kyā kahē̃gē isliē bābā kahtē haĩ tum yād mē̃ baiṭh picnic karō .

162When Baba goes on a picnic, he thinks: What would Baba say if I don’t stay in remembrance? 163This is why Baba says: Stay in remembrance even while you are on a picnic.

161Karma kartē māśhūk kō yād karō tō vikarma vināśh hōṅgē , ismē̃ hī mēhnat hai .

164Remember the Beloved while doing everything and your sins will be absolved. 165Effort lies in this.

162Yād sē ātmā pavitra hōgī , avināśhī gyān dhan bhī jamā hōgā .

166You souls will become pure by having this remembrance and you will accumulate the imperishable wealth of this knowledge.

163Phir agar apavitr ban jātē haĩ tō sārā gyān bah jātā hai .

167When someone then becomes impure, all the knowledge he has flows away.

164Pavitratā hī mukhya hai .

168Purity is the main thing.

165Bāp tō achchhī-achchhī bāt hī samjhātē haĩ .

169The Father explains very good aspects.

166Yah sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant kā gyān aur kōī mē̃ bhī nahī̃ hai .

170No one else has this knowledge of the beginning, the middle and the end of the world.

167Aur jō bhī satsaṅg ādi haĩ vah sab haĩ bhakti mārg K|kē .

171All other spiritual gatherings, etc. belong to the path of devotion.

168Bābā nē samjhāyā hai - bhakti vāstav mē̃ pravr̥itti mārg vālō̃ kō hī karnī hai .

172Baba has explained that, in fact, only those who belong to the household path should do devotion.

169Tumhārē mē̃ tō kitnī tākat rahtī hai .

173You have so much strength.

170Ghar baiṭhētumakō sukh mil jātā hai .

174You receive happiness while sitting at home.

171Sarvśhaktimān bāp sē tum itnī tākat lētē hō .

175You receive so much strength from the Almighty Authority Father.

172Sannyāsiyō̃ mē̃ bhī pahlē tākat thī , jaṅgalō̃ mē̃ rahtē thē .

176Sannyasis also used to have that strength when they lived in the forests.

173Abhī tō kitnē baṛē-baṛē flat banākar rahtē haĩ . 174Abhī vah tākat nahī̃ hai .

177Now that they have built such big flats for themselves to live in, they no longer have that strength.

175Jaisē tumhārē mē̃ bhī pahlē sukh key|kī tākat rahtī hai . 176Phir gum hō jātī hai .

178You originally had the strength of happiness, but it then disappeared.

177Unhō̃ mē̃ bhī pahlē śhānti key|kī tākat thī , ab vah tākat nahī̃ rahī hai .

179Similarly, they initially had the power of peace, but they no longer have that.

178Āgē tō sach kahtē thē ki rachtā aur rachnā kō ham nahī̃ jāntē .

180Earlier, they used to tell the truth, when they said that they didn’t know the Creator or creation.

179Abhī tō apnē kō bhagvān śhivōham kah baiṭhtē haĩ .

181Now, they call themselves God. 182They say "Shivohum".

180Bāp samjhātē haĩ - is samay sārā jhāṛ tamōpradhān hai isliē sabhī kā uddhār karnē maĩ ātā hū̃ .

183The Father explains: At this time, the whole tree is tamopradhan and this is why I have come to uplift even the sages and holy men.

181Yah duniyā hī badalnī hai .

184This world has to change.

182Sab ātmāyē̃ vāpis chalī jāyēṅgī .

185All souls will return home.

183Ēk bhī nahī̃ jiskō yah patā hō ki hamārī ātmā mē̃ avināśhī part bharā huā hai jō phir sē repeat karē̃gē .

186Not a single soul knows that an imperishable part is recorded in each soul and that it then has to repeat.

184Ātmā itnī chhōṭī hai , inmē̃ avināśhī part bharā hai jō kabhī vināśh nahī̃ hōtā .

187Souls are so tiny and the imperishable parts that are recorded in them are never destroyed.

185Ismē̃ buddhi baṛī achchhī pavitra chāhiē .

188A very pure intellect is needed to understand this.

186Vah tab hōgī jab yād kī yātrā mē̃ mast rahē̃gē .

189This will only happen when you remain intoxicated on the pilgrimage of remembrance.

187Mēhnat sivāē pad thōṛēhī milēgā isliē gāyā jātā hai chaṛhē tō chākhē … kahā̃ ūñch tē ūñch rājāō̃ kā rājā double sirtāj , kahā̃ prajā .

190You cannot receive a status without making effort. 191This is why it is remembered: If you climb up, you can taste the sweetness of the nectar of heaven, but... 192There is such a vast difference between being a double-crowned king of all kings and being part of the subjects.

188Paṛhānē vālā tō ēk hī hai .

193There is only the One who teaches everyone.

189Ismē̃ samajh baṛī achchhī chāhiē .

194You must understand this very well.

190Bābā bār-bār samjhātē haĩ yād kī yātrā hai mukhya .

195Baba repeatedly explains that the pilgrimage of remembrance is the main thing.

191Maĩ tumkō paṛhākar viśhva kā mālik banātā hū̃ .

196I teach you in order to make you into the masters of the world.

192Tō teacher gurū bhī hōgā .

197Therefore, the Teacher is also the Guru.

193Bāp tō hai hī ṭīcarō̃ kā teacher , bāpō̃ kā bāp .

198The Father is the Teacher of all teachers and the Father of all fathers.

194Yah tō tum bachchē jāntē hō hamārā bābā bahut pyārā hai .

199You children know that your Baba is very lovely.

195Aisē bāp kō tō bahut yād karnā hai .

200You have to remember that Father a great deal.

196Paṛhnā bhī pūrā hai .

201You also have to study properly.

197Bāp kō yād nahī̃ karē̃gē tō pāp naṣhṭ nahī̃ hōṅgē .

202If you don’t remember the Father, your sins can’t be absolved.

198Bāp sabhī ātmāō̃ kō sāth lē jāyēṅgē .

203The Father will take all souls back home with Him.

199Bākī śharīr sab khatm hō jāyēṅgē . 200Ātmāyē̃ apnē-apnē dharm K|kē section mē̃ jākar nivās kartī haĩ .

204All the bodies will be destroyed and the souls will return home and reside in their own sections, according their religions.

201Achchhā  !

205Achcha.

202Mīṭhē-mīṭhēsikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

206To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

203Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

207The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

204Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

208Essence for dharna:

2051 ) buddhi kō pavitra banānē kē liē yād kī yātrā mē̃ mast rahnā hai .

2091. In order to make your intellect pure, remain intoxicated on the pilgrimage of remembrance.

206Karma kartē bhī ēk māśhūk yād rahē - tab vikarmājīt banē̃gē .

210Only by remembering the one Beloved while doing everything will you become a conqueror of performing sinful acts.

2072 ) is chhōṭē sē yug mē̃ manuṣhya sē dēvtā bannē key|kī mēhnat karnī hai .

2112. Make effort in this short age to change from an ordinary human into a deity.

208Achchhē karmō̃ K|kē anusār achchhē saṅskārō̃ kō dhāraṇ kar achchhē kul mē̃ jānā hai .

212Perform good actions and imbibe good sanskars and you will go into a good family.

Blessing

209Vardān  : apnī rūhānī lāiṭas dvārā vāyumaṇḍal kō parivartan karnē key|kī sēvā karnē vālē sahaj saphaltāmūrt bhav

213Blessing: May you do the service of transforming the atmosphere with your spiritual lights and easily become an embodiment of success.

210Jaisē sākār sr̥iṣhṭi mē̃ jis raṅg key|kī light jalātē hō vahī vātāvaraṇ hō jātā hai .

214In the physical world, whichever colour lighting you use, the atmosphere accordingly becomes like that.

211Agar harī light hōtī hai tō chārō̃ ōr vahī prakāśh chhā jātā hai .

215If it is green lighting, there is then green light everywhere.

212Lāl light jalātē hō tō yād kā vāyumaṇḍal ban jātā hai .

216When you use red lighting, it creates an atmosphere of remembrance.

213Jab sthūl light vāyumaṇḍal kō parivartan kar dētī hai tō āp light house bhī pavitratā key|kī light va sukh key|kī light sē vāyumaṇḍal parivartan karnē key|kī sēvā karō tō saphaltāmūrt ban jāyēṅgē .

217Since physical lights are able to transform the atmosphere, then you, as a lighthouse, with your light of purity and happiness, can do the service of transforming the atmosphere and thereby become an embodiment of success.

214Sthūl light āṅkhō̃ sē dēkhtē haĩ , rūhānī light anubhav sē jānē̃gē .

218Physical lights are seen with the eyes, whereas spiritual lights will be known by experiencing then.

Slogan

215Slōgan  : vyarth bātō̃ mē̃ samay aur saṅkalp gavānā - yah bhī apavitratā hai .

219Slogan: To waste your time and thoughts in wasteful matters is impurity.

220*** Om Shanti ***

216Avyakt iśhārē - svayã aur sarv kē prati mansā dvārā yōg key|kī śhaktiyō̃ kā prayōg karō

221Avyakt Signal: Experiment on yourself and others with your mind with the powers of yoga.

217Kōī bhī khajānā cum|kam kharcha karkē adhik prāpti kar lēnā , yahī yōg kā prayōg hai .

222To experiment with yoga is to be able to spend very little of any treasure and yet have great attainment with it.

218Mēhnat cum|kam saphaltā jyādā is vidhi sē prayōg karō .

223Experiment with the method of labouring and having greater success.

219Jaisē samay vā saṅkalp śhrēṣhṭh khajānē haĩ , tō saṅkalp kam sē kam kharcha hō̃ lēkin prāpti jyādā hō .

224Just as time and thoughts are elevated treasures, so have fewer thoughts and yet experience greater attainment.

220Jō sādhāraṇ vyakti dō chār minute saṅkalp chalānē kē bād , sōchnē kē bād saphaltā yā prāpti kar saktā hai vah āp ēk dō second mē̃ kar saktē hō , iskō kahtē haĩ cum|kam kharchā bālā naśhīn .

225Ordinary people would attain success in something after thinking about it for two to four minutes, whereas you would be able to attain that in one or two seconds. 226This is known as greater glorification through less expenditure.

221Kharcha cum|kam karō lēkin prāpti 100 guṇā hō issē samay key|kī vā saṅkalp key|kī jō bachat hōgī , vah aurō̃ key|kī sēvā mē̃ lagā sakē̃gē , dān puṇya kar sakē̃gē , yahī yōg kā prayōg hai .

227Spend less and have 100% attainment and use whatever time and thoughts you save with this method in serving others, giving donations and performing charity. 228This is how to experiment with yoga.