गुरुवार 6 नवंबर 2025 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
006-11-2025 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
006/11/25 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - tum abhī bilkul śaḍapanth ( kinārē ) par khaṛē hō , tumhē̃ ab is pār sē us pār jānā hai , ghar jānē key|kī taiyārī karnī hai ' '
1Essence: Sweet children, you are now on the shore and have to go across to the other side. 2Prepare to return home.
Question
2Praśhna : kaun-sī ēk bāt yād rakhō tō avasthā achal-aḍōl ban jāyēgī ?
3Question: By remembering which aspect will your stage become unshakeable and immovable?
Answer
3Uttar : past is past .
4Answer: Past is past.
4Bītī kā chintan nahī̃ karnā hai , āgē baṛhtē jānā hai .
5Do not worry about the past but continue to move forward.
5Sadā ēk key|kī taraph dēkhtē rahō tō avasthā achal-aḍōl hō jāyēgī .
6Constantly continue to look at the One and your stage will become unshakeable and immovable.
6Tumnē ab kaliyug key|kī had chhōṛ dī , phir pichhāṛī kī ōr kyō̃ dēkhtē hō ?
7You have now left the limits of the iron age, so why should you look back?
7Usmē̃ buddhi zarā bhī na jāē - yahī hai sūkṣhma paṛhāī .
8Your intellects should not be pulled by that at all; this is a very subtle study.
Murli
8Ōm śhānti .
9Om shanti.
9Din badaltē jātē haĩ , time pās|pass hōtā jātā hai .
10Days continue to change and time continues to pass.
10Vichār karō , satyug sē lēkar time pās|pass hōtē-hōtē abhī ākar kaliyug K|kē bhī kinārē par khaṛē haĩ .
11Just think about it: Time has passed from the golden age until now, the end of the iron age, and you are on the shore.
11Yah satyug , trētā , dvāpar , kaliyug kā chakra bhī jaisēki model hai .
12The cycle of the golden, silver, copper and iron ages is like a model.
12Sr̥iṣhṭi tō baṛī lambī-chauṛī hai .
13This world is very large.
13Uskē model rūp kō bachchō̃ nē jān liyā hai .
14You children have now understood this model.
14Āgē yah patā nahī̃ thā ki ab kaliyug pūrā hōtā hai .
15Previously, you didn't know that it is now the end of the iron age.
15Ab mālūm paṛā hai - tō bachchō̃ kō bhī buddhi sē satyug sē lēkar chakra lagāē kaliyug K|kē ant mē̃ kinārē par ākar ṭhaharnā chāhiē .
16You children now understand this. 17Therefore, your intellects should go around the whole cycle, from the golden age up to now, and come and stand on the shore of the end of the iron age.
16Samajhnā chāhiē ṭik-ṭik hōtī rahtī hai , drama phirtā rahtā hai .
18You should understand that time continues to tick away and that the drama cycle continues to turn.
17Bākī kyā hisāb rahā hōgā ?
19How much of the drama is there left to come?
18Zarā-sā rahā hōgā .
20Just a little now remains.
19Āgē patā nahī̃ thā .
21Previously you didn't know this.
20Abhī bāp nē samjhāyā hai - bākī kōnā ākar rahā hai .
22The Father has told you that only a little corner now remains.
21Is duniyā sē us duniyā mē̃ jānē kā abhī bākī thōṛā samay hai .
23There is very little time left before you leave this world and go to that other world.
22Yah gyān bhī abhī milā hai .
24You have now received this knowledge.
23Ham satyug sē lēkar chakra lagātē-lagātē ab kaliyug ant mē̃ ākar pahũchē haĩ .
25We have been around the cycle from the golden age and have now come to the end of the iron age.
24Ab phir vāpis jānā hai .
26We now have to return home.
25Ānē kā aur nikalnē kā gate|get hōtā hai nā . 26Yah bhī aisē hai .
27There are entrance and exit gates; it is the same here.
27Bachchō̃ kō samjhānā chāhiē - bākī thōṛā kinārā hai .
28You children should explain that you now just have a small stretch of the shore left.
28Yah puruṣhōttam saṅgamyug hai nā .
29This is the most elevated confluence age.
29Abhī ham kinārē par haĩ .
30We are now standing on the shore.
30Bahut thōṛā samay hai .
31There is very little time left.
31Ab is purānī duniyā sē mamatva nikālnā hai .
32Our attachments to this old world now have to be removed.
32Ab tō naī duniyā mē̃ jānā hai .
33We now have to go to a new world.
33Samjhānī tō baṛī sahaj miltī hai .
34You have been given a very simple explanation.
34Yah buddhi mē̃ rakhnā chāhiē .
35Keep this in your intellects.
35Chakra buddhi mē̃ phirnā chāhiē . 36Abhī tum kaliyug mē̃ nahī̃ hō .
36You should continue to turn the cycle around in your intellects.
37Tumnē is had kō chhōṛ diyā hai phir us taraph vālō̃ kō yād kyō̃ karnā chāhiē ? 38Jabki chhōṛ diyā hai , purānī duniyā kō .
37You are no longer in the iron age; you have left that side. 38Therefore, since you have left the old world, why should you remember those on the other side?
39Ham puruṣhōttam saṅgamyug par haĩ phir pichhāṛī mē̃ dēkhē̃ bhī kyō̃ ?
39We are now at the most elevated confluence age, and so why should we look back?
40Buddhiyōg vikārī duniyā sē kyō̃ lagāyē̃ ?
40Why should our intellects be connected in yoga to the vicious world?
41Yah baṛī sūkṣhma bātē̃ haĩ .
41These are very subtle matters.
42Bābā jāntē haĩ kōī-kōī tō rūpayē sē ēk ānā bhī samajhtē nahī̃ haĩ .
42Baba knows that some children don't even understand a pennyworth.
43Sunā aur bhūl jātē haĩ .
43As soon as they hear something, they forget it.
44Tumkō pichhāṛī taraph nahī̃ dēkhnā hai .
44You must not look back.
45Buddhi sē kām lēnā hai nā .
45Use your intellect for everything.
46Ham pār nikal gayē - phir pichhāṛī mē̃ dēkhē̃ hī kyō̃ ?
46We are going across to the other side, so why should we look back?
47Past is past .
47Past is past!
48Bāp kahtē haĩ kitnī mahīn bātē̃ samjhātē haĩ .
48The Father says: I explain such refined matters to you.
49Phir bhī bachchō̃ kā kāndh pichhāṛī mē̃ kyō̃ laṭakā rahtā hai .
49In spite of that, why do you children constantly keep looking back?
50Kaliyug taraph laṭakā|laṭkā huā hai .
50Your heads are still turned towards the iron age.
51Bāp kahtē haĩ kāndh is taraph kar dō .
51The Father says: Turn your heads this way.
52Vah purānī duniyā tumhārē kām key|kī chīz nahī̃ hai .
52That old world is of no use to you.
53Bābā purānī duniyā sē vairāgya dilātē haĩ , naī duniyā sāmnē khaṛī hai , purānī duniyā sē vairāgya .
53Baba inspires you to have disinterest in the old world. 54A new world is in front of you and you must have disinterest in the old world.
54Vichār karō - aisī hamārī avasthā hai ?
55Just think: Is our stage like that?
55Bāp kahtē haĩ past is past .
56The Father says: Past is past!
56Bītī bāt kō chitavō nahī̃ .
57Don't remember the past.
57Purānī duniyā mē̃ kōī āśh nahī̃ rakhō .
58Don't have any desires of the old world.
58Ab tō ēk hī ūñch āśh rakhnī hai - ham chalē̃ sukhdhām .
59You must now just have the one elevated desire of going to the land of happiness.
59Buddhi mē̃ sukhdhām hī yād rahnā chāhiē .
60Just keep the land of happiness in your intellects.
60Pichhāṛī mē̃ kyō̃ phirnā chāhiē .
61Why should you turn back?
61Parantu bahutō̃ key|kī pīṭh muṛ jātī hai .
62However, many of you do turn back.
62Tum abhī hō puruṣhōttam saṅgamyug par .
63You are now at the most elevated confluence age.
63Purānī duniyā sē kinārā kar liyā hai .
64You have moved away from the old world.
64Yah samajh key|kī bāt hai nā .
65This is something that has to be understood.
65Kahā̃ ṭhaharnā nahī̃ hai .
66You mustn't come to a standstill anywhere.
66Kahā̃ dēkhnā nahī̃ hai .
67Don't look around anywhere.
67Bītī kō yād nahī̃ karnā hai .
68Don't remember the past.
68Bāp kahtē haĩ āgē baṛhtē jāō , pichhāṛī kō nahī̃ dēkhō .
69The Father says: Continue to move forward and don't look back.
69Ēk taraph hī dēkhtē rahō tab hī achal , sthir , aḍōl avasthā rah saktī hai .
70Continue to look in one direction, because only then will your stage become unshakeable, stable and immovable.
70Us taraph dēkhtē rahē̃gē tō purānī duniyā K|kē mitra-sambandhī ādi yād paṛtē rahē̃gē .
71By continuing to look back to that side, you'll continue to remember your friends and relatives, etc. of the old world.
71Number-vār tō haĩ nā .
72It is numberwise.
72Āj dēkhō tō bahut achchhā chal rahā hai , kal girā tō dil ēkdam haṭ jātī hai .
73Today, someone is moving along very well and tomorrow, he falls and becomes disheartened.
73Aisī grahachārī baiṭh jātī hai jō murlī sunnē par bhī dil nahī̃ hōtī .
74There are such bad omens that they don’t even feel like listening to the murli.
74Vichār karō - aisē hōtā hai nā ?
75Just think about it. 76It does happen like this, does it not?
75Bāp kahtē haĩ tum abhī saṅgam par khaṛē hō tō rukh āgē rakhnā chāhiē .
77The Father says: You are now standing at the confluence. 78Therefore, just keep looking ahead.
76Āgē hai naī duniyā , tab hī khuśhī hōgī .
79Only when you remember that a new world is in front of you will you have happiness.
77Ab bākī śaḍapanth ( bahut samīp , kinārē ) par haĩ .
80You are now within calling distance.
78Kahtē haĩ nā - abhī tō apnē dēśh K|kē jhāṛ dēkhnē mē̃ ātē haĩ .
81It is said: We are now able to see the trees of our land.
79Āvāz karō tō jhaṭ vah sunē̃gē .
82If you call out, they will very quickly be able to hear you.
80Śaḍapanth arthāt bilkul sāmnē haĩ .
83To be within calling distance means for them to be just in front of you.
81Tum yād kartē hō aur dēvtāyē̃ ā jātē haĩ .
84As soon as you remember the deities, they will come.
82Āgē thōṛēhī ātē thē .
85Previously, they didn't come.
83Sūkṣhmavatan mē̃ sasurghar vālē ātē thē kyā ?
86Did those from your in-laws' family come to the subtle region before?
84Ab tō piyarghar aur sasurghar vālē jākar miltē haĩ .
87Now, those from your parents’ home and those from your in-laws’ home come together.
85Phir bhī bachchē chaltē-chaltē bhūl jātē haĩ .
88Even then, while moving along, some children forget.
86Buddhiyōg pichhāṛī mē̃ haṭ jātā hai .
89Their intellects’ yoga moves backwards.
87Bāp kahtē haĩ tum sabkā yah antim janm hai .
90The Father says: This is the last birth of all of you.
88Tumhē̃ pīchhē nahī̃ haṭnā hai .
91You mustn't move back.
89Ab pār hōnā hai .
92You have to go to the other side.
90Is taraph sē us taraph jānā hai .
93You have to go across from this side to the other side.
91Maut bhī nazdīk hōtā jātā hai .
94Death too is coming close.
92Bākī sirph kadam bharnā hai , nānv kinārē ātī hai tō us taraph kadam uṭhānā paṛtā hai nā .
95You just have to take one step. 96When the boat reaches the shore, you have to take one step on to that side.
93Tum bachchō̃ kō khaṛā hōnā hai kinārē par .
97You children have to stand on the shore.
94Tumhārī buddhi mē̃ hai ātmāyē̃ jātī haĩ apnē sweet home .
98It is in the intellects of you souls that you are going to your sweet home.
95Yah yād rahnē sē bhī khuśhī tumkō achal-aḍōl banā dēgī .
99Even if you remember this in happiness, it will make you unshakeable and immovable.
96Yahī vichār sāgar manthan kartē rahnā hai .
100Continue to churn the ocean of this knowledge.
97Yah hai buddhi key|kī bāt .
101This is a question of your intellects.
98Ham ātmā jā rahī haĩ .
102We souls are leaving.
99Ab bākī nazdīk śaḍapanth par haĩ .
103We are now very close, within calling distance.
100Bākī thōṛā samay hai .
104Very little time remains.
101Iskō hī yād kī yātrā kahā jātā hai .
105This is called the pilgrimage of remembrance.
102Yah bhī bhūl jātē haĩ . 103Chart likhnā bhī bhūl jātē haĩ .
106You forget this; you even forget to write your chart.
104Apnē dil par hāth rakhkar dēkhō - bābā jō kahtē haĩ ki apnē kō aisē samjhō - ham nazdīk śaḍapanth par khaṛē haĩ , aisī avasthā hamārī hai ?
107Put your hand on your heart, each one of you, and ask yourself: Is my stage like the one that Baba describes as being within calling distance?
105Buddhi mē̃ ēk bābā hī yād hō .
108There has to be only the remembrance of Baba in your intellects.
106Bābā yād kī yātrā bhinn-bhinn prakār sē sikhlātē rahtē haĩ .
109Baba teaches you the pilgrimage of remembrance in many different ways.
107Is yād kī yātrā mē̃ hī mast rahnā hai . 108Bas ab hamkō jānā hai .
110Remain intoxicated on the pilgrimage of remembrance; that's all. 111We now have to return.
109Yahā̃ haĩ sab jhūṭhē sambandh .
112All the relationships here are false.
110Sachchā satyug kā sambandh hai .
113The relationships in the golden age are real.
111Apnē kō dēkhō ham kahā̃ khaṛē haĩ ?
114Look at yourselves to see where you are standing.
112Satyug sē lēkar buddhi mē̃ yah chakra yād karō .
115Keep this cycle from the golden age onwards in your intellects.
113Tum svadarśhan chakradhārī hō nā .
116You are spinners of the discus of self-realisation.
114Satyug sē lēkar chakra lagāē ākar kinārē par khaṛē huē hō .
117From the golden age you have been around the cycle and are now standing on the shore.
115Śaḍapanth huā nā .
118It is within calling distance, is it not?
116Kaī tō apnā time bahut vyarth ganvātē rahtē haĩ .
119Some children waste a lot of time.
1175-10 minute bhī muśhkil yād mē̃ rahtē hōṅgē .
120They stay in remembrance for hardly five to ten minutes.
118Svadarśhan chakradhārī tō sārā din bannā chāhiē .
121You have to become those who spin the discus of self-realisation throughout the whole day.
119Aisē tō hai nahī̃ .
122However, it isn't like that.
120Bābā bhinn-bhinn tarīkē sē samjhātē haĩ .
123Baba explains to you in many different ways.
121Ātmā key|kī hī bāt hai .
124This refers to souls.
122Tumhārī buddhi mē̃ chakra phirtā rahtā hai .
125Your intellects should continually be rotating the cycle.
123Buddhi mē̃ yah yād kyō̃ nahī̃ rahnī chāhiē .
126Why does this remembrance not remain in your intellects?
124Abhī ham kinārē par khaṛē haĩ .
127We are now standing on the shore.
125Yah kinārā buddhi mē̃ kyō̃ nahī̃ yād rahtā hai , jabki jāntē hō ham puruṣhōttam ban rahē haĩ tō jākar kinārē par khaṛē rahō .
128Why don't you keep the shore in your intellects? 129Since you know that you are becoming the most elevated beings, go and stand on the shore.
126Jū̃ muāphik chaltē hī rahō .
130Continue to move like a louse (very slowly around the cycle).
127Kyō̃ nahī̃ yah practice kartē hō ?
131Why don't you practise this?
128Kyō̃ nahī̃ chakra buddhi mē̃ ātā hai ?
132Why don't you keep the cycle in your intellects?
129Yah svadarśhan chakra hai nā .
133This is the discus of self-realisation.
130Bābā śhurū sē lēkar sārā chakra samjhātē rahtē haĩ .
134Baba continues to explain the whole cycle from the beginning.
131Tumhārī buddhi sārā chakra lagāē , ākar kinārē par khaṛī rahnī chāhiē , aur kōī bhī bāhar kā vātāvaraṇ jhañjhaṭ na rahē .
135Let your intellects go around the whole cycle and come and stand on the shore. 136There shouldn't be any external complications or influence of the external atmosphere.
132Din-pratidin tum bachchō̃ kō silence mē̃ hī jānā hai .
137Day by day, you children have to continue to go into silence.
133Time west|waste nahī̃ ganvānā hai .
138You mustn't waste your time.
134Purānī duniyā kō chhōṛ nayē sambandh sē apnā buddhi kā yōg lagāō .
139Forget the old world and connect your intellects in yoga to the new relations.
135Yōg nahī̃ lagāyēṅgē tō pāp kaisē kaṭē̃gē ?
140If you don't have yoga, how would your sins be cut away?
136Tum jāntē hō yah duniyā hī khatm hōnī hai , inkā model kitnā chhōṭā hai .
141You know that this world is going to end; its model is so tiny.
1375 hazār varṣh key|kī duniyā hai .
142This world is of 5000 years duration.
138Ajmēr mē̃ svarg kā model hai parantu kiskō svarg yād āyēgā kyā ?
143There is a model of heaven in Ajmer, but do those people remember heaven?
139Vah kyā jānē svarg sē .
144What do they know of heaven?
140Samajhtē haĩ svarg tō 40 hazār varṣh kē bād āyēgā .
145They believe that heaven will come after 40,000 years.
141Bāp tum bachchō̃ kō baiṭh samjhātē haĩ is duniyā mē̃ kāmkāj kartē buddhi mē̃ yah yād rakhō ki yah duniyā tō khatm hōnē vālī hai .
146The Father sits here and explains to you children: While doing everything in this world, keep it in your intellects that this world is going to end.
142Ab jānā hai , ham pichhāṛī mē̃ khaṛē haĩ .
147We now have to return home; we are now standing at the end.
143Kadam-kadam jū̃ misal chaltā hai .
148We take every step like a louse (moving very slowly).
144Mañjil kitnī baṛī hai .
149The destination is very high.
145Bāp tō mañjil kō jāntē haĩ nā .
150The Father knows the destination.
146Bāp kē sāth dādā bhī ikaṭṭhā hai .
151Together with the Father, there is also Dada.
147Vah samjhātē haĩ tō kyā yah nahī̃ samjhā saktē .
152Since that One explains, can this one not explain?
148Yah bhī suntē tō haĩ nā .
153This one also listens to Him.
149Kyā yah aisē-aisē vichār sāgar manthan nahī̃ kartā hōgā ?
154Would this one not churn the ocean of this knowledge?
150Bāp tumkō vichār sāgar manthan karnē key|kī points sunātē rahtē haĩ .
155The Father continues to give you points to churn.
151Aisē nahī̃ ki bābā bahut pichhāṛī mē̃ hai .
156It isn't that (Brahma) Baba is very far behind.
152Arē , yah tō dum laṭakā|laṭkā huā hai phir pichhāṛī mē̃ kaisē hōgā .
157He is just behind Me, like My tail, and so how could he be far behind?
153Yah sab guhya-guhya bātē̃ dhāraṇ karnī hai .
158You have to imbibe all of these deep things.
154Ġaphlat chhōṛ dēnī hai .
159Renounce being careless.
155Bābā kē pās 2-2 varṣh kē bād ātē haĩ .
160Children come here to Baba after two years.
156Kyā yah yād rahtā hōgā ki ham nazdīk kinārē par khaṛē haĩ ?
161Do they remember they are so close that they are standing on the shore?
157Abhī jānā hai .
162We now have to return home.
158Aisī avasthā hō jāē tō bākī kyā chāhiē ?
163What else do you need if you have such a stage?
159Bābā nē yah bhī samjhāyā hai - double sirtāj … yah sirph nām hai , bākī light kā tāj kōī vahā̃ rahtā nahī̃ hai .
164Baba has explained that the term "double crown" is used, but there is no crown of light there.
160Yah tō pavitratā key|kī niśhānī hai .
165That is just a symbol of purity.
161Jō bhī dharm sthāpak haĩ , unkē chitrō̃ mē̃ light jarūr dikhātē haĩ kyōṅki vah viceless satōpradhān haĩ phir rajō tamō mē̃ ātē haĩ .
166A halo of light is definitely shown in the pictures of the founders of religions, because they are viceless and satopradhan. 167They then become rajo and tamo.
162Tum bachchō̃ kō knowledge miltī hai , usmē̃ mast rahnā chāhiē .
168You children have now received this knowledge and so you should be intoxicated with this.
163Bhal tum hō is duniyā mē̃ parantu buddhi kā yōg vahā̃ lagā rahē .
169Although you are in this world, your intellects should be connected in yoga there.
164Insē bhī tōṛ tō nibhānā hai , jō is kul K|kē hōṅgē vah nikal āyēṅgē .
170You have to fulfil your responsibility here. 171Those who belong to this clan will emerge.
165Sapling lagnā hai .
172The sapling has to be planted.
166Ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm vālē jō hōṅgē vah jarūr āgē-pīchhē āyēṅgē .
173Those who belong to the original, eternal, deity religion will definitely come sooner or later.
167Pichhāṛī mē̃ ānē vālē bhī āgē vālō̃ sē tīkhē jāyēṅgē .
174Those who come later will go ahead of those who came earlier.
168Yah pichhāṛī tak hōtā rahēgā .
175This will continue to happen until the end.
169Vah purānō̃ sē tīkhē kadam baṛhāyēṅgē .
176New ones will quickly go ahead of the older ones.
170Sārā imtahān hai yād kī yātrā kā .
177The examination is based on the pilgrimage of remembrance.
171Bhal dērī sē āyē haĩ , yād kī yātrā mē̃ lag jāē̃ aur sab dhandhādhōrī chhōṛ is yātrā mē̃ baiṭh jāyē̃ , bhōjan tō khānā hī hai . 172Achchhī rīti yād mē̃ rahē̃ tō is khuśhī jaisī khurāk nahī̃ .
178Although someone may have come late, if he keeps himself busy on the pilgrimage of remembrance and renounces everything else - he has to eat, but if he stays in remembrance very well, then there is no other nourishment like that of happiness.
173Yahī tāt lagī rahēgī - abhī ham jātē haĩ .
179The only concern you should have is of returning home.
17421 janmō̃ kā rājya-bhāgya miltā hai .
180You receive your fortune of the kingdom for 21 births.
175Lottery milnē vālē kō khuśhī kā pārā chaṛh jātā hai nā .
181The mercury of happiness rises for those who win a lottery.
176Tumkō bahut mēhnat karnī hai .
182You have to make a lot of effort.
177Iskō hī antim amūlya jīvan kahā jātā hai .
183This is known as the last, the invaluable birth.
178Yād kī yātrā mē̃ bahut mazā hai .
184A great deal of pleasure is experienced by staying on the pilgrimage of remembrance.
179Hanūmān bhī puruṣhārth kartē-kartē sthēriyam banā nā .
185Hanuman too became stable by making effort.
180Bhambhōr kō āg lagī , rāvaṇ kā rājya jal gayā .
186The haystack was set ablaze. 187The kingdom of Ravan was burnt.
181Yah ēk kahānī banā dī hai .
188They simply made up a story.
182Bāp yathārth bāt baiṭh samjhātē haĩ .
189The Father sits here and explains real things to you.
183Rāvaṇ rājya khalās hō jāyēgā .
190The kingdom of Ravan will end.
184Sthēriyam buddhi iskō kahā jātā hai .
191This is known as a stable intellect.
185Bas ab śaḍapanth hai , ham jā rahē haĩ .
192We are now within calling distance and are going home.
186Is yād mē̃ rahnē kā puruṣhārth karō tab khuśhī kā pārā chaṛhēgā , āyu bhī yōgbal sē baṛhtī hai .
193Make effort to stay in remembrance and your mercury of happiness will rise. 194Your lifespans will increase with the power of yoga.
187Tum abhī daivīguṇ dhāraṇ kartē hō phir vah ādhākalp chaltī hai .
195The divine virtues that you imbibe now will remain with you for half a cycle.
188Is ēk janm mē̃ tum itnā puruṣhārth kartē hō , jō tum jākar yah lakṣhmī-nārāyaṇ bantē hō .
196You make so much effort in this one birth that you become like Lakshmi and Narayan.
189Tō kitnā puruṣhārth karnā chāhiē .
197So, you should make that much effort.
190Ismē̃ ġaphlat vā time west|waste nahī̃ karnā chāhiē , jō karēgā sō pāyēgā .
198Don’t make mistakes or waste time in this respect. 199Those who do something receive the reward of it.
191Bāp śhikṣhā dētē rahtē haĩ .
200The Father continues to give you teachings.
192Tum samajhtē hō - kalp-kalp ham viśhva K|kē mālik bantē haĩ , itnē thōṛē time mē̃ kamāl kar dētē haĩ .
201You understand that you become the masters of the world every cycle. 202You perform wonders in such a short time.
193Sārī duniyā kō change kar dētē haĩ .
203You change the whole world.
194Bāp kē liē kōī baṛī bāt nahī̃ .
204This is not a big thing for the Father.
195Kalp-kalp kartē haĩ .
205He does it every cycle.
196Bāp samjhātē haĩ - chaltē-phirtē , khātē-pītē apnā buddhiyōg bāp sē lagāō .
206The Father says: While walking and moving around, while eating and drinking, connect your intellects in yoga with the Father.
197Yah gupta bāt bāp hī bachchō̃ kō baiṭh samjhātē haĩ .
207The Father sits here and explains these incognito aspects to you children.
198Apnī avasthā kō achchhī rīti jamātē rahō .
208Continue to make your stage very good.
199Nahī̃ tō ūñch pad nahī̃ pāyēṅgē .
209Otherwise, you will not be able to claim a high status.
200Tum bachchē number-vār puruṣhārth anusār mēhnat kartē hō .
210You children continue to make effort, numberwise.
201Samajhtē hō abhī tō ham kinārē par khaṛē haĩ .
211You understand that you are now standing on the shore.
202Phir pichhāṛī mē̃ ham kyō̃ dēkhē̃ ?
212Why should you look back?
203Āgē kadam baṛhtē rahtē haĩ .
213You must continue to step forward.
204Ismē̃ antarmukhtā bahut chāhiē , isliē kachhuē kā bhī misāl hai .
214A great deal of introspection is required for this. 215This is why there is the example of the tortoise.
205Yah misāl ādi sab tumhārē liē haĩ .
216All of these examples etc. are for you.
206Sannyāsī tō haĩ hī haṭhyōgī , vah tō rājyōg sikhlā na sakē̃ .
217Sannyasis are hatha yogis; they cannot teach you Raja Yoga.
207Vō lōg suntē haĩ tō samajhtē haĩ yah lōg hamārī insult kartē haĩ isliē yah bhī yukti sē likhnā hai .
218When those people hear you, they think that you are insulting them. 219This is why you have to write these things very tactfully.
208Bāp bigar rājyōg kōī sikhlā na sakē .
220No one but the Father can teach you Raja Yoga.
209Indirect bōlā jātā hai - tō khyāl na hō .
221You have to speak indirectly, so that they don't get upset.
210Yukti sē chalnā hōtā hai nā , jō sarp bhī marē lāṭhī bhī na ṭūṭē .
222You have to interact with diplomacy, so that the snake is killed but the stick doesn't break.
211Kuṭumb parivār ādi sabsē prīt rakhō parantu buddhi kā yōg bāp sē lagānā hai .
223Have love for your family, but connect your intellects in yoga with the one Father.
212Tum jāntē hō ham abhī ēk key|kī mat par haĩ .
224You know that you are now following the directions of the One.
213Yah hai dēvtā bannē key|kī mat , iskō hī advēt mat kahā jātā hai .
225These directions are for becoming deities. 226They are what are known as ‘undivided directions’.
214Bachchō̃ kō dēvtā bannā hai .
227You children have to become deities.
215Kitnā bār tum banē hō ?
228How many times have you become those?
216Anēk bār .
229Countless times!
217Abhī tum saṅgamyug par khaṛē hō .
230You are now at the confluence age.
218Yah antim janm hai .
231This is your last birth.
219Ab tō jānā hai .
232You now have to return home.
220Pichhāṛī mē̃ kyā dēkhnā hai .
233Why should you look back?
221Dēkhtē huē phir bhī apnī aḍōlatā mē̃ tum khaṛē rahō .
234Even if you do look back, you must remain very stable.
222Mañjil kō bhūlnā nahī̃ hai .
235Don't forget your destination.
223Tum hī mahāvīr hō jō māyā par jīt pātē hō .
236You are the brave warriors who conquer Maya.
224Abhī tum samajhtē hō - hār aur jīt kā yah chakra phirtā rahtā hai .
237You now understand that this cycle of victory and defeat continues to turn.
225Kitnā wonderful gyān hai bābā kā .
238This knowledge of Baba’s is so wonderful!
226Yah patā thā kyā ki apnē kō bindī samajhnā hai , itnī chhōṭī see|sī|C bindī mē̃ sārā part nūndhā huā hai jō chakra phirtā rahtā hai .
239Did you know this before? 240Each of you has to consider yourself to be a point. 241A whole part is recorded in such a tiny point, and this cycle continues to turn.
227Bahut wonderful hai .
242It is so very wonderful.
228Wonder kah chhōṛnā hī paṛtā hai .
243You just have to say that it is a wonder and leave it at that.
229Achchhā !
244Achcha.
230Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
245To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
231Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
246The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
232Dhārṇā kē liē mukhya sār :
247Essence for dharna:
2331 ) pīchhē muṛkar nahī̃ dēkhnā hai .
2481. Don't turn your head and look behind you.
234Kisī bhī bāt mē̃ ṭhahar nahī̃ jānā hai .
249Don't come to a standstill for any reason.
235Ēk bāp key|kī taraph dēkhtē huē apnī avasthā ēkras rakhnī hai .
250Keep looking at the one Father and make your stage stable.
2362 ) buddhi mē̃ yād rakhnā hai ki abhī ham kinārē par khaṛē haĩ .
2512. Keep it in your intellect that you are now standing on the shore.
237Ghar jānā hai , ġaphlat chhōṛ dēnī hai .
252You have to return home. 253Therefore, stop being careless.
238Apnī avasthā jamānē key|kī gupta mēhnat karnī hai .
254Make incognito effort to create such a stage.
Blessing
239Vardān : sarv K|kē dil kā pyār prāpt karnē vālē nyārē , pyārē , niḥsaṅkalpa bhav
255Blessing: May you be detached, loving and free from any other thoughts and receive everyone’s love from their heart.
240Jin bachchō̃ mē̃ nyārē aur pyārē rahnē kā guṇ vā nissaṅkalpa rahnē key|kī viśhēṣhtā hai arthāt jinhē̃ yah vardān prāpt hai vē|way sarv K|kē priya ban jātē haĩ kyōṅki nyārē pan sē sabkē dil kā pyār svataḥprāpt hōtā hai .
256The children who have the virtue of being detached and loving and the speciality of being free from any other thoughts, that is, those who have this blessing, are loved by everyone. 257This is because, by remaining detached, they automatically receive everyone’s love from their heart.
241Vē|way apnī śhaktiśhālī nissaṅkalpa sthiti vā śhrēṣhṭh karma dvārā anēkō̃ key|kī sēvā kē nimitt bantē haĩ isliē svayã bhī santuṣhṭ rahtē aur dūsrō̃ kā bhī kalyāṇ kartē haĩ .
258With their powerful stage of being free from any other thoughts and their elevated activity, they become instruments to serve many. 259Therefore, they remain content and they also benefit others.
242Unhē̃ her|har kārya mē̃ saphaltā svataḥprāpt hōtī hai .
260They automatically attain success in every task they do.
Slogan
243Slōgan : ēk « bābā ' ' śhabda hī sarv khajānō̃ key|kī chābī hai - is chābī kō sadā sambhālkar rakhō .
261Slogan: The one word “Baba” is the key to all treasures. 262Always look after this key carefully.
263*** Om Shanti ***
244Avyakt iśhārē - aśharīrī va vidēhī sthiti kā abhyās baṛhāō
264Avyakt Signal: Increase the practice of the bodiless stage (ashariri and videhi).
245Ēk second mē̃ chōlē sē alag tabhī hō sakē̃gē jab kisī bhī saṅskārō̃ key|kī ṭāiṭanēs nahī̃ hōgī .
265You will be able to become detached from your costume in a second when there is no tightness of any sanskars.
246Jaisē kōī bhī chīz agar cipakī huī hōtī hai tō unkō khōlnā muśhkil hōtā hai .
266When something is stuck, it is difficult to undo it.
247Halkē hōnē sē sahaj hī alag hō jātē haĩ .
267When there is looseness, it is easy to become separated.
248Vaisē hī agar apnē saṅskārō̃ mē̃ zarā bhī izīpan nahī̃ hōgā tō phir aśharīrīpan kā anubhav kar nahī̃ sakē̃gē isliē easy aur ēlarṭa rahō .
268In the same way, if there isn’t any easiness in your sanskars, you will not then be able to experience being bodiless or remaining easy and alert.