गुरुवार 13 नवंबर 2025 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
013-11-2025 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
013/11/25 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - tumnē duḥkh sahan karnē mē̃ bahut time west|waste kiyā hai , ab duniyā badal rahī hai , tum bāp kō yād karō , satōpradhān banō tō time saphal hō jāyēgā ' '
1Essence: Sweet children, you have wasted a lot of time in tolerating sorrow. 2This world is now changing. 3Remember the Father, use your time in a worthwhile way and you will become satopradhan.
Question
2Praśhna : 21 janmō̃ kē liē lottery prāpt karnē kā puruṣhārth kyā hai ?
4Question: What effort do you need to make in order to win a lottery for 21 births?
Answer
3Uttar : 21 janmō̃ key|kī lottery lēnī hai tō mōhjīt banō .
5Answer: If you want to win a lottery for 21 births, become a conqueror of attachment.
4Ēk bāp par pūrā-pūrā kurbān jāō .
6Sacrifice yourself completely to the Father.
5Sadā yah smr̥iti mē̃ rahē ki ab yah purānī duniyā badal rahī hai , ham naī duniyā mē̃ jā rahē haĩ .
7Constantly be aware that this old world is now changing and that we are going to that new world.
6Is purānī duniyā kō dēkhtē bhī nahī̃ dēkhnā hai .
8Even while seeing this old world, don't see it.
7Sudāmā misal chāval muṭṭhī saphal kar satyugī bādśhāhī lēnī hai .
9Use your handful of rice in a worthwhile way, like Sudama did, and claim your golden-aged sovereignty.
Murli
8Ōm śhānti .
10Om shanti.
9Rūhānī bachchō̃ prati rūhānī bāp baiṭh samjhātē haĩ , yah tō bachchē samajhtē haĩ , rūhānī bachchē mānā ātmāyē̃ . 10Rūhānī bāp mānā ātmāō̃ kā bāp .
11The spiritual Father sits here and explains to you spiritual children. 12You children understand that “spiritual children” means souls and that "spiritual Father" means the Father of souls.
11Iskō kahā jātā hai ātmāō̃ aur paramātmā kā milan .
13This is known as the meeting of souls with the Supreme Soul.
12Yah milan hōtā hī hai ēk bār .
14This meeting only takes place once.
13Yah sab bātē̃ tum bachchē jāntē hō .
15You children know all of these things.
14Yah hai vichitr bāt .
16This is something unique.
15Vichitr bāp vichitr ātmāō̃ kō samjhātē haĩ .
17The Father without an image explains to souls without an image.
16Vāstav mē̃ ātmā vichitr hai , yahā̃ ākar chitradhārī bantī hai .
18In fact, souls are without an image and they then adopt an image when they come here.
17Chitra sē part bajātī hai .
19They play their parts through their images.
18Ātmā tō sabmē̃ hai nā .
20There is a soul in everyone.
19Jānvar mē̃ bhī ātmā hai .
21There is a soul in all the animals too.
2084 lākh kahtē haĩ , usmē̃ tō sab jānvar ā jātē haĩ nā .
22They speak of 8.4 million species and all animals are included in that.
21Ḍhēr jānvar ādi haĩ , bāp samjhātē haĩ in bātō̃ mē̃ time west|waste nahī̃ karnā hai .
23There are many animals. 24The Father explains: Don't waste your time in those matters.
22Sivāē is gyān K|kē manuṣhyō̃ kā time west|waste hōtā rahtā hai .
25People without this knowledge continue to waste a lot of their time.
23Is samay bāp tum bachchō̃ kō baiṭh paṛhātē haĩ phir ādhākalp tum prālabdh bhōgtē hō .
26At this time, the Father sits here and teaches you children and you then experience your reward for half a cycle.
24Vahā̃ tumkō kōī taklīph nahī̃ hōtī hai .
27You don't have any difficulty there.
25Tumhārā time west|waste hōtā hī hai duḥkh sahan karnē mē̃ . 26Yahā̃ tō duḥkh hī duḥkh hai isliē sab bāp kō yād kartē haĩ ki hamārā duḥkh mē̃ time west|waste hōtā hai , issē nikālō .
28Your time is wasted in tolerating sorrow; there is nothing but sorrow here. 29This is why everyone remembers the Father: Our time is being wasted in sorrow and so take us away from here!
27Sukh mē̃ kabhī time west|waste nahī̃ kahē̃gē .
30You would never say that your time is wasted in happiness.
28Yah bhī tum samajhtē hō - is samay manuṣhya key|kī kōī value nahī̃ hai .
31You also understand that, at this time, human beings have no value.
29Manuṣhya dēkhō achānak hī mar paṛtē haĩ .
32You can see how people die suddenly.
30Ēk hī tūphān mē̃ kitnē mar jātē haĩ .
33So many people die in just one storm.
31Rāvaṇ rājya mē̃ manuṣhya key|kī kōī value nahī̃ hai .
34In the kingdom of Ravan, human beings have no value.
32Abhī bāp tumhārī kitnī value banātē haĩ .
35The Father is now giving you so much value.
33Worth not A penny sē worth pound banātē haĩ .
36He is changing you from not worth a penny to worth a pound.
34Gāyā bhī jātā hai hīrē jaisā janm amōlak .
37It is remembered: The birth like a diamond is invaluable.
35Is samay manuṣhya kauṛī pichhāṛī lagē huē haĩ .
38At this time, human beings chase after shells.
36Karkē lakhpati , karōṛpati , padmapati bantē haĩ , unhō̃ key|kī sārī buddhi usmē̃ hī rahtī hai .
39Perhaps they become millionaires, multimillionaires or billionaires; their intellects are engrossed in that all of the time.
37Unkō kahtē haĩ - yah sab bhūl ēk bāp kō yād karō parantu mānē̃gē hī nahī̃ .
40They are told to forget all of that and to remember the one Father, but they don't accept it.
38Unkī buddhi mē̃ baiṭhēgā , jinkī buddhi mē̃ kalp pahlē bhī baiṭhā hōgā .
41This will only sit in the intellects of those in whose intellects it sat in the previous cycle.
39Nahī̃ tō kitnā bhī samjhāō , kabhī buddhi mē̃ baiṭhēgā nahī̃ .
42Otherwise, no matter how much you explain to them, it will not sit in their intellects.
40Tum bhī number-vār jāntē hō ki yah duniyā badal rahī hai .
43You know, numberwise, that this world is changing.
41Bāhar mē̃ bhal tum likh dō ki duniyā badal rahī hai phir bhī samajhē̃gē nahī̃ . 42Jab tak tum kiskō samjhāō .
44Even though you may have written on a board outside that the world is changing, they will not understand this until you explain it to them.
43Achchhā , kōī samajh jāē phir unkō samjhānā paṛē - bāp kō yād karō , satōpradhān banō .
45OK, once someone has understood this, you then have to tell him: Remember the Father and become satopradhan.
44Knowledge tō bahut sahaj hai .
46This knowledge is very easy.
45Yah sūryavanśhī-chandravanśhī … .
47This is the sun dynasty and this is the moon dynasty…and so on.
46Abhī yah duniyā badal rahī hai , badlānē vālā ēk hī bāp hai .
48This world is now changing and it is the one Father who changes it.
47Yah bhī tum yathārth rīti jāntē hō sō bhī number-vār puruṣhārth anusār .
49You know this accurately, and that too is numberwise, according to the efforts you make.
48Māyā puruṣhārth karnē nahī̃ dētī phir samajhtē haĩ yah bhī drama anusār itnā puruṣhārth nahī̃ chaltā hai .
50Maya doesn't allow you to make effort and so you then understand that, according to the drama, you are not able to make so much effort.
49Abhī tum bachchē jāntē hō ki śhrīmat sē ham apnē liē is duniyā kō badlā rahē haĩ .
51You children now know that you are changing this world for yourselves by following shrimat.
50Śhrīmat hai hī ēk śhivbābā key|kī .
52Shrimat is from the one Shiv Baba.
51Śhivbābā , śhivbābā kahnā tō bahut sahaj hai aur kōī na śhivbābā kō , na varsē kō jāntē haĩ .
53It is very easy to say, "Shiv Baba, Shiv Baba". 54No one else knows Shiv Baba or the inheritance.
52Bābā mānā hī varsā .
55"Baba" means an inheritance.
53Śhivbābā bhī sachchā chāhiē nā .
56There has to be the true Shiv Baba.
54Ājkal tō mayor kō bhī father kah dētē haĩ .
57Nowadays, they even call a mayor “father”.
55Gāndhī kō bhī father kahtē haĩ , kōī kō phir jagadgurū kah dētē haĩ . 56Ab jagat mānā sārī sr̥iṣhṭi kā gurū .
58They call Gandhi, “father”. 59Someone is even called Jagadguru, which would mean that he is the guru of the whole world.
57Vah kōī manuṣhya hō kaisē saktā ! 58Jabki patit-pāvan sarv kā sadgati dātā ēk hī bāp hai .
60No human being can be that, since the Purifier and the Bestower of Salvation for All is the one Father.
59Bāp tō hai nirākār phir kaisē liberate kartē haĩ ?
61The Father is incorporeal; so how does He liberate you?
60Duniyā badaltī hai tō jarūr act mē̃ āyēṅgē tab tō patā paṛēgā .
62This world is changing and so He definitely comes here to act. 63Only then could you become aware of this.
61Aisē nahī̃ ki pralay hō jātī hai , phir bāp naī sr̥iṣhṭi rachtē haĩ .
64It isn't that annihilation takes place and that the Father then creates a new world.
62Śhāstrō̃ mē̃ dikhāyā hai bahut baṛī pralay hōtī hai , phir pīpal K|kē pattē par kr̥iṣhṇa ātā hai .
65In the scriptures, they have portrayed a huge annihilation taking place and then Krishna coming, floating on a pipal leaf.
63Parantu bāp samjhātē haĩ aisē tō hai nahī̃ .
66However, the Father explains that it is not like that.
64Gāyā jātā hai world key|kī history-geography repeat tō pralay hō na sakē .
67Since it is remembered that the history and geography of the world repeat, there cannot be annihilation.
65Tumhārē dil mē̃ hai ki abhī yah purānī duniyā badal rahī hai .
68It is in your hearts that this old world is now changing.
66Yah sab bātē̃ bāp hī ākar samjhātē haĩ .
69Only the Father comes and explains all of these things.
67Yah lakṣhmī-nārāyaṇ haĩ naī duniyā K|kē mālik .
70Lakshmi and Narayan are the masters of the new world.
68Tum chitrō̃ mē̃ bhī dikhlātē hō ki purānī duniyā kā mālik hai rāvaṇ .
71In the pictures, they have portrayed Ravan as the master of the old world.
69Rām rājya aur rāvaṇ rājya gāyā jātā hai nā .
72Both the kingdoms of Rama and Ravan have been remembered.
70Yah bātē̃ tumhārī buddhi mē̃ haĩ ki bābā purānī āsurī duniyā kō khatm kar naī daivī duniyā sthāpan karā rahē haĩ .
73It is in your intellects that Baba finishes this old, devilish world and inspires the establishment of the new, divine world.
71Bāp kahtē haĩ maĩ jō hū̃ , jaisā hū̃ , kōī virlā hī samajhtē haĩ .
74The Father says: Hardly anyone knows Me as I am or what I am.
72Vah bhī tum number-vār puruṣhārth anusār jāntē hō jō achchhē puruṣhārthī haĩ unkō baṛā achchhā naśhā rahtā hai .
75You know Me, numberwise, according to the efforts you make. 76Those who make effort very well also have great intoxication.
73Yād K|kē puruṣhārthī kō real naśhā chaṛhēgā .
77Those who make effort for remembrance have real intoxication.
7484 K|kē chakra key|kī knowledge samjhānē mē̃ itnā naśhā nahī̃ chaṛhtā jitnā yād kī yātrā mē̃ chaṛhtā hai .
78You don't experience as much intoxication in explaining this knowledge of the cycle of 84 births as you do on the pilgrimage of remembrance.
75Mūl bāt hai hī pāvan bannē key|kī .
79The main thing is to become pure.
76Pukārtē bhī haĩ - ākar pāvan banāō .
80People call out: Come and purify us!
77Aisā nahī̃ pukārtē ki ākar viśhva kī bādśhāhī dō .
81They don't say: Come and give us the sovereignty of the world.
78Bhakti mārg mē̃ kathāyē̃ bhī kitnī suntē haĩ .
82You listen to so many stories on the path of devotion.
79Sachchī-sachchī satya nārāyaṇ kī kathā tō yah hai .
83This is the true story of the true Narayan.
80Vah kathāyē̃ tō janm-janmātar suntē-suntē nīchē hī utartē āyē hō .
84You have been hearing those stories for birth after birth and have continued to come down.
81Bhārat mē̃ hī yah kathāyē̃ sunnē kā rivāj hai , aur kōī khaṇḍ mē̃ kathāyē̃ ādi nahī̃ hōtī .
85It is only in Bharat that they have the system of listening to religious stories. 86In other lands, they don't have such religious stories.
82Bhārat kō hī religious māntē haĩ .
87They consider Bharat to be religious.
83Ḍhēr K|kē ḍhēr mandir bhārat mē̃ haĩ .
88There are so many temples in Bharat.
84Kriściyan key|kī tō ēk hī church hōtī hai .
89Christians only have the one church.
85Yahā̃ tō kisma-kisma K|kē ḍhēr mandir haĩ .
90Here, they have so many different types of temple.
86Vāstav mē̃ ēk hī śhivbābā kā mandir hōnā chāhiē .
91In fact there should only be one temple to Shiv Baba.
87Nām bhī ēk kā hōnā chāhiē . 88Yahā̃ tō ḍhēr nām haĩ .
92There should be the name of just the One, but there are so many names here.
89Vilāyat vālē bhī yahā̃ mandir dēkhnē ātē haĩ .
93People come from abroad to see the temples here.
90Bichārō̃ kō yah patā nahī̃ ki prāchīn bhārat kaisā thā ?
94Those poor people don't understand what ancient Bharat was like.
915 hazār varṣh sē tō purānī kōī chīz hōtī nahī̃ .
95There is nothing older than 5000 years.
92Vah tō samajhtē haĩ ki lākhō̃ varṣh key|kī purānī chīz milī .
96They think that they have found something hundreds of thousands of years older.
93Bāp samjhātē haĩ yah mandir mē̃ chitra ādi jō banē haĩ unkō 2500 varṣh hī huē haĩ , pahlē-pahlē śhiv key|kī hī pūjā hōtī hai . 94Vah hai avyabhichārī pūjā .
97The Father explains: The pictures that exist in the temples etc. have only existed for 2500 years. 98At first, there is worship of Shiva alone; that is unadulterated worship.
95Vaisē hī avyabhichārī gyān bhī kahā jātā hai .
99In the same way, there is also this unadulterated knowledge.
96Pahlē avyabhichārī pūjā , phir hai vyabhichārī pūjā .
100First, there is unadulterated worship and then there is adulterated worship.
97Ab tō dēkhō pānī , miṭṭī key|kī pūjā kartē rahtē haĩ .
101Now, look how they worship water and the earth etc.
98Abhī bēhad kā bāp kahtē haĩ tumnē kitnā dhan bhakti mārg mē̃ ganvāyā hai .
102The unlimited Father says: You wasted so much wealth on the path of devotion.
99Kitnē athāh śhāstra , athāh chitra haĩ .
103There are so many scriptures and so many pictures.
100Gītāyē̃ kitnī ḍhēr key|kī ḍhēr hōṅgī .
104There must be so many different Gitas.
101In sab par kharchā kartē-kartē dēkhō tum kyā hō gayē hō .
105Look what you have become by spending so much on all of that.
102Kal tumkō double sirtāj banāyā thā phir tum kitnē kaṅgāl hō gayē hō .
106Yesterday, I made you double crowned; now, you have become so poverty-stricken.
103Kal key|kī hī tō bāt hai nā .
107It is a matter of only yesterday.
104Tum bhī samajhtē hō barōbar hamnē 84 kā chakra lagāyā hai .
108You also understand that you truly have been around the cycle of 84 births.
105Abhī ham phir sē yah ban rahē haĩ .
109We are now once again becoming this.
106Bābā sē varsā lē rahē haĩ .
110We are claiming our inheritance from Baba.
107Bābā ghaṛī-ghaṛī tākīd kartē ( puruṣhārth karātē ) haĩ , gītā mē̃ bhī akṣhar hai manmanā-bhav .
111Baba repeatedly inspires you to make effort. 112The term "Manmanabhav" is also mentioned in the Gita.
108Kōī-kōī akṣhar ṭhīk haĩ .
113Some words in that are correct.
109' prāyaḥ ' kahā jātā hai nā , yāni dēvī-dēvtā dharm hai nahī̃ , bākī chitra haĩ .
114It is said that it used to exist, that is, the deity religion doesn't exist now, but there are its images.
110Tumhārā yādgār dēkhō kaisē achchhā banāyā huā hai .
115Look how well they have made your memorial.
111Tum samajhtē hō abhī ham phir sē sthāpanā kar rahē haĩ .
116You understand that you are now once again carrying out establishment.
112Phir bhakti mārg mē̃ hamārē hī accurate yād-gār banē̃gē .
117Then, on the path of devotion, our accurate memorial will be built.
113Earthquake ādi hōtī hai , usmē̃ sab khatm hō jātā hai . 114Phir vahā̃ sab tum nayā banāyēṅgē .
118When an earthquake takes place, everything is destroyed and everything has to be built anew.
115Hunar tō vahā̃ rahtā hai nā .
119There are all the skills there.
116Hīrē kāṭnē kā bhī hunar ( kalā ) hai .
120There is also the skill of cutting diamonds.
117Yahā̃ bhī hīrō̃ kō kāṭtē haĩ phir banātē haĩ .
121Here, too, people cut diamonds and then set them.
118Hīrē kāṭnē vālē bhī baṛē expert hōtē haĩ .
122Diamond cutters are very expert.
119Vah phir vahā̃ jāyēṅgē .
123They will then go there.
120Vahā̃ yah sab hunar jāyēgā .
124All of these skills will go there too.
121Tum jāntē hō vahā̃ kitnā sukh hōgā .
125You know that there will be so much happiness there.
122In lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya thā nā .
126It used to be the kingdom of Lakshmi and Narayan.
123Nām hī hai svarg . 124100 percent solvent .
127The very name is heaven, one hundred per cent solvent.
125Abhī tō hai insolvent .
128It is now insolvent.
126Bhārat mē̃ javāharāt kā bahut fashion hai , jō paramparā chalā ātā hai .
129There is a lot of fashion in Bharat for wearing jewellery; it continues from time immemorial.
127Tō tum bachchō̃ kō kitnī khuśhī rahnī chāhiē .
130So you children should have so much happiness.
128Tum jāntē hō yah duniyā badal rahī hai .
131You know that this world is changing.
129Ab svarg ban rahā hai , uskē liē hamkō pavitra jarūr bannā hai .
132Heaven is being created and so we definitely do need to become pure for that.
130Daivī guṇ bhī dhāraṇ karnē haĩ isliē bābā kahtē haĩ chart jarūr likhō .
133We also have to imbibe divine virtues. 134This is why Baba says: Definitely write your chart.
131Ham ātmā nē kōī āsurī act tō nahī̃ kiyā ?
135Have I, this soul, performed any devilish act?
132Apnē kō ātmā pakkā samjhō .
136Firmly consider yourselves to be souls.
133Is śharīr sē kōī vikarma tō nahī̃ kiyā ?
137Have I performed any sinful act through this body?
134Agar kiyā tō register kharāb hō jāyēgā .
138If I have, then my register would be spoilt.
135Yah hai 21 janmō̃ key|kī lottery .
139This lottery is for 21 births.
136Yah bhī race hai .
140This is also a race.
137Ghōṛē key|kī dauṛ hōtī hai nā .
141There are horse races.
138Iskō kahtē haĩ rājasva aśhvamēdh . . . . . . . . svarājya kē liē aśhva yānī tum ātmāō̃ kō dauṛī lagānī hai .
142This is called the sacrificial fire in which the horse is sacrificed to attain self-sovereignty, which means that you souls have to race.
139Ab vāpis ghar jānā hai .
143You now have to return home.
140Uskō sweet silence home kahā jātā hai .
144That is also called the sweet silence home.
141Yah akṣhar tum abhī suntē hō .
145You are listening to these words now.
142Ab bāp kahtē haĩ bachchē khūb mēhnat karō .
146The Father says: Children, now make a lot of effort.
143Rājāī miltī hai , cum|kam bāt thōṛēhī hai .
147You are receiving a kingdom and that is no small thing.
144Maĩ ātmā hū̃ , hamnē itnē janma liē haĩ .
148I am a soul and I have taken this many births.
145Ab bāp kahtē haĩ tumhārē 84 janm pūrē huē .
149The Father says: Your 84 births are now coming to an end.
146Ab phir pahlē number sē śhurū karnā hai .
150You now have to begin again from the first number.
147Nayē mahalō̃ mē̃ jarūr bachchē hī baiṭhē̃gē .
151It will definitely be you children who will sit in the new palaces.
148Purānē mē̃ tō nahī̃ baiṭhē̃gē .
152You will not sit in old ones.
149Aisē tō nahī̃ , khud purānē mē̃ baiṭhē aur nayē mē̃ kirāyē vālō̃ kō biṭhāyēṅgē .
153It isn't that you will sit in old ones and let the new ones out to tenants.
150Tum jitnī mēhnat karē̃gē , naī duniyā K|kē mālik banē̃gē .
154The more effort you make, so, you will accordingly become the masters of the new world.
151Nayā makān bantā hai tō dil hōtī hai purānē kō chhōṛ nayē mē̃ baiṭhē̃ .
155When a new home is being built, the heart's desire is to leave the old one and go and sit in the new one.
152Bāp bachchō̃ kē liē nayā makān banātē hī tab haĩ jab pahlā makān purānā hōtā hai .
156The Father builds a new home for you children only when the earlier one becomes old.
153Vahā̃ kirāyē par dēnē key|kī tō bāt hī nahī̃ .
157There, it isn't a question of letting it out.
154Jaisē vō lōg moon par plat lēnē key|kī kōśhiśh kartē haĩ , tum phir svarg mē̃ plat lē rahē hō .
158Just as those people try to get a plot of land on the moon, so you are claiming your plot in heaven.
155Jitnā-jitnā gyān aur yōg mē̃ rahē̃gē utnā pavitra banē̃gē .
159The more yoga and this knowledge you have, the purer you will become.
156Yah hai rājyōg , kitnī baṛī rājāī milēgī .
160This is Raja Yoga; you are receiving such a huge kingdom!
157Bākī yah jō moon ādi par plat ḍhūṇḍhtē rahtē haĩ vah sab vyarth hai .
161When people go searching for a plot of land on the moon, it is all wasteful.
158Yahī chīzē̃ jō sukh dēnē vālī haĩ vahī phir vināśh karnē , duḥkh dēnē vālī ban jāyēṅgī .
162These things that now give you happiness will later become things that bring about destruction and cause sorrow.
159Āgē chalkar laśhkar ādi sab kam hō jāyēgā .
163As you progress further, there will be fewer armies.
160Bombs sē hī phaṭāphaṭ kām hōtā jāyēgā .
164Everything will happen very quickly with bombs.
161Yah drama banā huā hai , samay par achānak vināśh hōtā hai .
165This drama is predestined and destruction will take place suddenly at the right time.
162Phir sipāhī ādi bhī mar jātē haĩ .
166Soldiers etc. will then die.
163Tum ab phariśhtē ban rahē hō .
167You are now becoming angels.
164Tum jāntē hō hamārē khātir vināśh hōtā hai .
168You know that destruction takes place for you.
165Drama mē̃ part hai , purānī duniyā khalās hō jātī hai .
169It is part of the drama for this old world to end.
166Jō jaisā karma kartē haĩ aisā tō bhōgnā hai nā .
170Whatever actions each one performs, accordingly he has to suffer.
167Ab samjhō sannyāsī achchhē haĩ , janm tō phir bhī gr̥ihasthiyō̃ pās|pass lē̃gē nā .
171For instance, sannyasis may be good, but they still take birth to householders.
168Śhrēṣhṭh janm tō tumkō naī duniyā mē̃ milnā hai , phir bhī saṅskār anusār jākar vah banē̃gē .
172Only in the new world will you receive an elevated birth and that too will be according to your sanskars.
169Tum abhī saṅskār lē jātē hō naī duniyā kē liē .
173You are now taking those sanskars to the new world.
170Janm bhī jarūr bhārat mē̃ lē̃gē .
174You will definitely take birth in Bharat.
171Jō bahut achchhē religious minded hōṅgē unkē pās|pass janma lē̃gē kyōṅki tum karma hī aisē kartē hō .
175Because you perform such actions, you will take birth to those who are very good, religious-minded people.
172Jaisē-jaisē saṅskār , us anusār janm hōtā hai .
176You will take birth according to your sanskars.
173Tum bahut ūñch kul mē̃ jākar janma lē̃gē .
177You will go and take birth in a very high clan.
174Tumhārē jaisā karma karnē vālā tō kōī hōgā nahī̃ .
178There wouldn't be anyone else who performs actions like you.
175Jaisī paṛhāī , jaisī service , vaisā janm .
179Your birth will be according to how you study and the service you have do.
176Marnā tō bahutō̃ kō hai .
180Many have to die.
177Pahlē receive karnē vālē bhī jānē haĩ .
181Those who are to receive you will go in advance.
178Bāp samjhātē haĩ ab yah duniyā badal rahī hai .
182The Father explains: This world is now changing.
179Bāp nē tō sākṣhātkār karāyā hai .
183The Father has granted you visions.
180Bābā apnā bhī misāl batātē haĩ .
184Baba tells you of his own experience.
181Dēkhā 21 janmō̃ kē liē rājāī miltī hai , uskē āgē yah 10-20 lākh kyā haĩ .
185He saw that he was going to receive a kingdom for 21 births, and so he thought: What is this one or two million compared to that?
182Alpha kō milī bādśhāhī , bē kō milī gadāī .
186The first one (alpha) received the sovereignty and the second one (beta) received the "donkeyship".
183Bhāgīdār kō kah diyā jō chāhiē sō lō .
187He told his partner to take whatever he wanted.
184Kōī bhī taklīph nahī̃ huī .
188There was no difficulty.
185Bachchō̃ kō bhī samjhāyā jātā hai - bābā sē tum kyā lētē hō ?
189You children have been told what you will receive from Baba.
186Svarg kī bādśhāhī .
190You will receive the kingdom of heaven.
187Jitnā hō sakē centres khōltē jāō .
191Continue to open as many centres as possible.
188Bahutō̃ kā kalyāṇ karō .
192You have to benefit many.
189Tumhārī 21 janmō̃ key|kī kamāī hō rahī hai .
193You are earning an income for 21 births.
190Yahā̃ tō lakhpati , karōṛpati bahut haĩ .
194Here, there are many millionaires and billionaires.
191Vah sab haĩ beggars .
195All of them are beggars.
192Tumhārē pās|pass āyēṅgē bhī bahut .
196Many will come to you.
193Pradarśhanī mē̃ kitnē ātē haĩ , aisā mat samjhō prajā nahī̃ bantī hai .
197Many come to the exhibitions; don't think that subjects are not being created.
194Prajā bahut bantī hai .
198Many subjects are created.
195Achchhā-achchhā tō bahut kahtē haĩ parantu kahtē hamkō phursat nahī̃ .
199Many people say that this is very good but they say that they don't have time.
196Thōṛā bhī sunā tō prajā mē̃ ā jāyēṅgē .
200By hearing just a little, they will become part of the subjects.
197Avināśhī gyān kā vināśh nahī̃ hōtā hai .
201This imperishable knowledge is never destroyed.
198Bābā kā parichay dēnā kōī cum|kam bāt thōṛēhī hai .
202It is not a small thing to give Baba's introduction.
199Kōī-kōī K|kē rōmāñch khaṛē hō jāyēṅgē .
203Some will have goose pimples.
200Agar ūñch pad pānā hōgā tō puruṣhārth karnē lag paṛē̃gē .
204If someone wants to claim a high status, he will busy himself in making effort.
201Bābā kōī sē dhan ādi tō lē̃gē nahī̃ .
205Baba will not take money from anyone.
202Bachchō̃ key|kī būnd-būnd sē talāb hōtā hai .
206The pool is created with each drop of the children.
203Kōī-kōī ēk rūpayā bhī bhēj dētē haĩ . 204Bābā ēk īṭ lagā dō .
207Some even send one rupee: Baba, use one brick in my name.
205Sudāmā key|kī muṭṭhī chāval kā gāyan hai nā .
208There is also the praise of the handful of rice of Sudama.
206Bābā kahtē haĩ tumhārē tō yah hīrē-javāhar haĩ .
209Baba says: These are like diamonds and jewels for you.
207Hīrē jaisā janm sabkā bantā hai .
210Everyone's life becomes like a diamond.
208Tum bhaviṣhya kē liē banā rahē hō .
211You are creating this for your future.
209Tum jāntē hō yahā̃ in āṅkhō̃ sē jō kuchh dēkhtē haĩ , yah purānī duniyā hai .
212You know that everything you see with your physical eyes is part of the old world.
210Yah duniyā badal rahī hai .
213This world is now changing.
211Abhī tum amarpurī K|kē mālik ban rahē hō .
214You are now becoming the masters of that land of immortality.
212Mōhjīt jarūr bannā paṛē .
215You definitely do have to become conquerors of attachment.
213Tum kahtē āyē hō ki bābā āp āyēṅgē tō ham kurbān jāyēṅgē , saudā tō achchhā hai nā .
216You have been saying: Baba, when You come we will sacrifice ourselves to You. 217So this is a good bargain, is it not?
214Manuṣhya thōṛēhī jāntē haĩ , saudāgar , ratnāgar , jādūgar nām kyō̃ paṛā hai .
218People don't know why He has been given the names: Businessman, Jewel Merchant and Magician.
215Ratnāgar hai nā , avināśhī gyān ratna ēk-ēk amūlya versions haĩ .
219He is the Jewel Merchant; each imperishable jewel of this knowledge is an invaluable version.
216Is par rūp-basant key|kī kathā hai nā .
220The story of Rup and Basant is based on this.
217Tum rūp bhī hō , basant bhī hō .
221You too are rup and basant.
218Achchhā !
222Achcha.
219Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
223To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
220Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
224The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
221Dhārṇā kē liē mukhya sār :
225Essence for dharna:
2221 ) ab is śharīr sē kōī bhī vikarma nahī̃ karnā hai .
2261. Don't now perform any sinful acts through your body.
223Aisī kōī āsurī act na hō jissē register kharāb hō jāē .
227Don't perform any devilish act through which your register would become spoilt.
2242 ) ēk bāp kī yād K|kē naśhē mē̃ rahnā hai .
2282. Maintain the intoxication of having remembrance of the one Father.
225Pāvan bannē kā mūl puruṣhārth jarūr karnā hai .
229Definitely make the main effort of becoming pure.
226Kauṛiyō̃ pichhāṛī apnā amūlya samay barbād na kar śhrīmat sē jīvan śhrēṣhṭh banānī hai .
230Don't waste your invaluable time in chasing after shells, but make your life elevated by following shrimat.
Blessing
227Vardān : svayã kō viśhva sēvā prati arpit kar māyā kō dāsī banānē vālē sahaj sampann bhav
231Blessing: May you easily become complete and make Maya your servant by offering yourself for world service.
228Ab apnā samay , sarv prāptiyā̃ , gyān , guṇ aur śhaktiyā̃ viśhva key|kī sēvā arth|earth samarpit karō .
232Now, surrender all your time, attainments, knowledge, virtues and powers for world service.
229Jō saṅkalp uṭhtā hai check karō ki viśhva sēvā prati hai .
233Whatever thought you have, check whether it is for world service.
230Aisē sēvā prati arpaṇ hōnē sē svayã sahaj sampann hō jāyēṅgē .
234By offering everything for service, you will easily become complete.
231Sēvā key|kī lagan mē̃ chhōṭē baṛē papers yā parīkṣhāyē̃ svataḥ samarpaṇ hō jāyēṅgī .
235With your love for service, any small papers or tests that come will automatically surrender themselves.
232Phir māyā sē ghabrāyēṅgē nahī̃ , sadā vijayī bannē key|kī khuśhī mē̃ nāchtē rahē̃gē .
236You will then not be afraid of Maya, but will constantly be victorious and continue to dance in happiness.
233Māyā kō apnī dāsī anubhav karē̃gē .
237You will experience Maya to be your slave.
234Svayã sēvā mē̃ surrender hōṅgē tō māyā svataḥ surrender hō jāyēgī .
238When you surrender yourself for service, Maya will automatically surrender herself to you.
Slogan
235Slōgan : antarmukhtā sē mukh kō band kar dō tō krōdh samāpt hō jāyēgā .
239Slogan: Close your mind with introspection and anger will finish.
240*** Om Shanti ***
236Avyakt iśhārē - aśharīrī va vidēhī sthiti kā abhyās baṛhāō
241Avyakt Signal: Increase the practice of the bodiless stage (ashariri and videhi).
237Jaisē ēk second mē̃ switch on aur of|off kiyā jātā hai , aisē hī ēk second mē̃ śharīr kā ādhār liyā aur ēk second mē̃ śharīr sē parē aśharīrī sthiti mē̃ sthit hō gayē .
242Just as a switch is switched on or off in a second, in the same way, take the support of your body in a second and become stable in the bodiless stage in a second.
238Abhī-abhī śharīr mē̃ āyē , abhī-abhī aśharīrī ban gayē , āvaśhyaktā huī tō śharīr rūpī vastra dhāraṇ kiyā , āvaśhyaktā na huī tō śharīr sē alag hō gayē .
243Come into your body one moment and become bodiless in one moment. 244Adopt the costume of your body when there is a need and then, when there is no need, become detached from your body.
239Yah practice karnī hai , isī kō hī karmātīt avasthā kahā jātā hai .
245You have to practise this. 246This is known as the karmateet stage.