शनिवार 15 नवंबर 2025 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
015-11-2025 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
015/11/25 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - apnē characters sudhārnē kē liē yād kī yātrā mē̃ rahnā hai , bāp kī yād hī tumhē̃ sadā saubhāgyaśhālī banāyēgī ' '
1Essence: Sweet children, in order to reform your characters, stay on the pilgrimage of remembrance. 2It is having remembrance of the Father that will make you constantly one hundred times fortunate.
Question
2Praśhna : avasthā key|kī parakh kis samay hōtī hai ?
3Question: At what time can you truly recognise your stage?
3Achchhī avasthā kiskī kahē̃gē ?
4What would you call a good stage?
Answer
4Uttar : avasthā key|kī parakh bīmārī K|kē samay hōtī hai .
5Answer: You are able to recognise your stage at a time of illness.
5Bīmārī mē̃ bhī khuśhī banī rahē aur khuśhmizāz chēhrē sē sabkō bāp kī yād dilātē rahō , yahī hai achchhī avasthā .
6Even when you are ill, if you remain happy and your cheerful face continues to remind everyone of the Father, that is a good stage.
6Agar khud rōyēṅgē , udās hōṅgē tō dūsrō̃ kō khuśhmizāz kaisē banāyēṅgē ?
7If you cry and remain unhappy, how could you make others cheerful?
7Kuchh bhī hō jāē - rōnā nahī̃ hai .
8No matter what happens, you mustn't cry.
Murli
8Ōm śhānti .
9Om shanti.
9Dō akṣhar gāyē jātē haĩ - durbhāgyaśhālī aur saubhāgyaśhālī .
10Two expressions are remembered: unfortunate and one hundred times fortunate.
10Saubhāgya chalā jātā hai tō durbhāgya kahā jātā hai .
11When someone's fortune is lost, he is said to be unfortunate.
11Strī kā pati mar jātā hai tō vah bhī durbhāgya kahā jātā hai . 12Akēlī hō jātī hai .
12When a woman's husband dies, she too is called unfortunate; she is left alone.
13Abhī tum jāntē hō ham sadā kē liē saubhāgyaśhālī bantē haĩ .
13You now understand that you are becoming one hundred times fortunate for all time.
14Vahā̃ duḥkh key|kī bāt nahī̃ . 15Mr̥ityu kā nām nahī̃ hōtā hai .
14There is no question of sorrow there; there is no mention of death there.
16Vidhvā nām hī nahī̃ hōtā .
15The name "widow" doesn't exist there.
17Vidhvā kō duḥkh hōtā hai , rōtī rahtī hai .
16A widow experiences sorrow and continues to cry.
18Bhal sādhū-santa haĩ , aisā nahī̃ ki unhē̃ kōī duḥkh nahī̃ hōtā hai .
17Although someone may be a sage or a holy man, it doesn't mean that he doesn't experience sorrow.
19Kōī pāgal ban paṛtē haĩ , bīmār rōgī bhī hōtē haĩ .
18Some go crazy; some become ill or diseased.
20Yah hai hī rōgī duniyā .
19This is a world of disease.
21Satyug hai nirōgī duniyā .
20The golden age is a world that is free from disease.
22Tum bachchē samajhtē hō ham bhārat kō phir sē śhrīmat par nirōgī banātē haĩ .
21You children understand that you are once again making Bharat free from disease by following shrimat.
23Is samay manuṣhyō̃ K|kē characters bahut kharāb haĩ .
22At present, people’s characters are very bad.
24Ab characters sudhārnē key|kī bhī jarūr department hōgī .
23There must definitely be a department to reform their characters.
25Skūlō̃ mē̃ bhī students kā register rakhā jātā hai .
24A register of students is kept in schools.
26Unkē characters kā patā chaltā hai isliē bābā nē bhī register rakhvāyā thā .
25Their characters can be seen from that. 26This is why Baba also had a register kept.
27Har ēk apnā register rakhō .
27Each one of you needs to keep your own register.
28Character dēkhnā hai ki ham kōī bhūl tō nahī̃ kartē haĩ .
28Each of you has to check your character to see that you are not making any mistakes.
29Pahlī bāt tō bāp kō yād karnā hai .
29The first thing is to remember the Father.
30Unsē hī tumhārā characters sudhartā hai .
30It is through this that your character will be reformed.
31Āyu bhī baṛī hōtī hai ēk key|kī yād sē .
31It is by having remembrance of the One that your lifespan becomes long.
32Yah tō haĩ gyān ratna .
32These jewels are of this knowledge.
33Yād kō ratna nahī̃ kahā jātā .
33Remembrance is not said to be a jewel.
34Yād sē hī tumhārē character sudhartē haĩ .
34It is by having remembrance that your characters are reformed.
35Yah 84 janmō̃ kā chakra tumhārē sivāē aur kōī samjhā na sakē .
35No one, apart from you, can explain the cycle of 84 births.
36Is par hī samjhānā hai - viṣhṇu aur brahmā . 37Śhaṅkar K|kē tō character nahī̃ kahē̃gē .
36It is with this cycle that you have to explain about Brahma and Vishnu; you cannot speak of the character of Shankar.
38Tum bachchē jāntē hō brahmā aur viṣhṇu kā āpas mē̃ kyā connection hai .
37You children know what the connection between Brahma and Vishnu is.
39Viṣhṇu K|kē dō rūp haĩ yah lakṣhmī-nārāyaṇ .
38The dual-form of Vishnu is Lakshmi and Narayan.
40Vahī phir 84 janma lētē haĩ .
39They then take 84 births.
4184 janmō̃ mē̃ āpēhī pūjya aur āpēhī pujārī bantē haĩ .
40It is over their 84 births that they become worthy of worship and worshippers.
42Prajāpitā brahmā tō jarūr yahā̃ hī chāhiē nā .
41Prajapita Brahma definitely has to exist here.
43Sādhāraṇ tan chāhiē .
42An ordinary body is needed.
44Bahut karkē ismē̃ hī mūnjhtē haĩ .
43Generally, it is this that confuses people.
45Brahmā tō hai hī patit-pāvan bāp kā rath .
44Brahma is the chariot of the Purifier Father.
46Kahtē bhī haĩ - dūrdēśh kā rahnē vālā āyā dēśh parāyē … pāvan duniyā banānē vālā patit-pāvan bāp patit duniyā mē̃ āyā .
45It is said: “The Resident of the faraway land has come to this foreign land.” 46The Purifier Father who creates a pure world has come into this impure world.
47Patit duniyā mē̃ ēk bhī pāvan nahī̃ hō saktā .
47There cannot be a single pure human being in this impure world.
48Abhī tum bachchō̃ nē samjhā hai ki 84 janm ham kaisē lētē haĩ .
48You children now understand how you take 84 births.
49Kōī tō lētē hōṅgē nā .
49Someone must definitely take that.
50Jō pahlē-pahlē ātē hōṅgē unkē hī 84 janm hōṅgē .
50Only those who come at the beginning take 84 births.
51Satyug mē̃ dēvī-dēvtā hī ātē haĩ .
51In the golden age, there are only deities.
52Manuṣhyō̃ kā zarā bhī khyāl nahī̃ chaltā , 84 janm kaun lē̃gē .
52Human beings don't think at all about who takes 84 births.
53Samajh key|kī bāt hai .
53This is something that has to be understood.
54Punarjanma tō sab māntē haĩ .
54Everyone believes in rebirth.
5584 punarjanma huē yah baṛī yukti sē samjhānā hai .
55It has to be explained very diplomatically that there are 84 rebirths.
5684 janm tō sabhī nahī̃ lē̃gē nā .
56Not everyone will take 84 births.
57Ēk sāth sab thōṛēhī āyēṅgē aur śharīr chhōṛē̃gē .
57It isn't that everyone will come together and shed their bodies together.
58Bhagvānuvāch bhī hai ki tum apnē janmō̃ kō nahī̃ jāntē hō , bhagvān hī baiṭh samjhātē haĩ .
58It says: God speaks: You don't know your own births; only God sits and explains this.
59Tum ātmāyē̃ 84 janma lētī hō .
59You souls take 84 births.
60Yah 84 key|kī kahānī bāp tum bachchō̃ kō baiṭh sunātē haĩ .
60The Father sits here and tells you children the story of 84 births.
61Yah bhī ēk paṛhāī hai .
61This is like a study.
6284 kā chakra tō jānnā bahut sahaj hai .
62It is very easy to know this cycle of 84 births.
63Dūsrē dharm vālē in bātō̃ kō samajhē̃gē nahī̃ .
63Those of other religions won't understand these things.
64Tumhārē mē̃ bhī kōī sabhī 84 janm nahī̃ lētē haĩ .
64Among you too, not everyone will take 84 births.
65Sabhī K|kē 84 janm hō̃ tō sab ikaṭṭhē ā jāē̃ . 66Yah bhī nahī̃ hōtā hai .
65If everyone were to take 84 births, all of you would come down together; that is not possible.
67Sārā madār paṛhāī aur yād par hai .
66Everything depends on how you study and have remembrance.
68Usmē̃ bhī number one hai yād .
67Within that, remembrance is number one.
69Difficult subject par marks jāstī miltī haĩ .
68You receive more marks in a difficult subject.
70Unkā prabhāv bhī hōtā hai .
69It creates an impact.
71Uttam , madhyam , kaniṣhṭ subject hōtī haĩ nā .
70There are the highest, the middle and the lowest subjects.
72Inmē̃ haĩ dō mukhya .
71Here, there are two main subjects.
73Bāp kahtē haĩ mujhē yād karō tō sampūrṇ nirvikārī ban jāyēṅgē aur phir vijay mālā mē̃ pirō jāyēṅgē .
72The Father says: Remember Me and you will become completely viceless and will then be threaded in the rosary of victory.
74Yah hai race .
73This is a race.
75Pahlē tō khud kō dēkhnā hai ki maĩ kahā̃ tak dhārṇā kartā hū̃ ?
74First of all, look at yourself to see to what extent you are imbibing this.
76Kitnā yād kartā hū̃ ?
75How much do I stay in remembrance?
77Mērē characters kaisē haĩ ?
76What is my character like?
78Agar mērē mē̃ hī rōnē key|kī ādat hai tō dūsrē kō khuśhmizāz kaisē banā saktā hū̃ ?
77If I have the habit of crying, how would I be able to make others cheerful?
79Bābā kahtē haĩ jō rōtē haĩ sō khōtē haĩ .
78Baba says: Those who cry lose out.
80Kuchh bhī hō jāē lēkin rōnē key|kī darkār nahī̃ hai .
79No matter what happens, there is no need to cry.
81Bīmārī mē̃ bhī khuśhī sē itnā tō kah saktē hō apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karō .
80Even in illness, you can at least say this much in happiness: Consider yourself to be a soul and remember the Father.
82Bīmārī mē̃ hī avasthā key|kī parakh hōtī hai .
81Only at a time of illness does it become evident what stage you have reached.
83Taklīph mē̃ thōṛā kuṛaknē key|kī āvāz bhal nikaltī hai parantu apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karnā hai .
82In times of difficulty, you may groan a little but you still have to consider yourselves to be souls and remember the Father.
84Bāp nē paigām diyā hai .
83The Father has given you the message.
85Paigambar-maisēnjar ēk śhivbābā hai , dūsrā kōī hai nahī̃ .
84Shiv Baba alone is the Messenger; no one else can be this.
86Bākī jō bhī sunātē haĩ , sārī bhakti mārg key|kī bātē̃ .
85Everything else that others relate are all stories of the path of devotion.
87Is duniyā key|kī jō bhī chīzē̃ haĩ sab vināśhī haĩ , abhī tumkō vahā̃ lē jātē haĩ jahā̃ ṭūṭ-phūṭ nahī̃ .
86All the things of this world are perishable. 87I am now taking you to a place where nothing breaks.
88Vahā̃ tō chīzē̃ hī aisī achchhī banē̃gī jō ṭūṭnē kā nām hī nahī̃ hōgā .
88There, everything is so well made that there is no mention of anything breaking.
89Yahā̃ science sē kitnī chīzē̃ bantī haĩ , vahā̃ bhī tō science jarūr hōgī kyōṅki tumhārē liē bahut sukh chāhiē .
89Here, so many things are invented through science. 90Science will definitely exist there too because you have to have a lot of comfort.
90Bāp kahtē haĩ tum bachchō̃ kō kuchh bhī patā nahī̃ thā . 91Bhakti mārg kab śhurū huā , kitnā tumnē duḥkh dēkhā - yah sab bātē̃ abhī tumhārī buddhi mē̃ haĩ .
91The Father says: You children did not know anything: how much sorrow you experienced when the path of devotion began; all of these things are now in your intellects.
92Dēvtāō̃ kō kahā hī jātā hai - sarvguṇ sampann . . . . phir vah kalāyē̃ kaisē kam huī ? 93Abhī tō kōī kalā nahī̃ rahī hai .
92Deities are said to be full of all virtues. 93Now, no degrees remain. 94How did their degrees decrease?
94Chandramā key|kī bhī dhīrē-dhīrē kalā kam hōtī hai nā .
95The degrees of the moon also gradually decrease.
95Tum jāntē hō ki yah duniyā bhī pahlē naī hai tō vahā̃ her|har chīz satōpradhān first class hōtī hai .
96You know that when this world is first new, everything is satopradhan and first-class.
96Phir purānī hōtē kalāyē̃ kam hōtī jātī haĩ .
97Then, as it becomes old, its degrees decrease.
97Sarvguṇ sampann yah lakṣhmī-nārāyaṇ haĩ nā .
98Lakshmi and Narayan are full of all virtues.
98Abhī bāp tumkō sachchī-sachchī satya nārāyaṇ kī kathā sunā rahē haĩ .
99The Father is now telling you the true story of the true Narayan.
99Abhī hai rāt phir din hōtā hai .
100It is now the night and it will then be the day.
100Tum sampūrṇ bantē hō tō tumhārē liē phir sr̥iṣhṭi bhī aisī hī chāhiē .
101You are becoming perfect and such a world is required for you.
1015 tatva bhī satōpradhān ( 16 kalā sampūrṇ ) ban jātē haĩ isliē śharīr bhī tumhārē natural beautiful hōtē haĩ . 102Satōpradhān hōtē haĩ .
102Even the five elements become satopradhan (16 celestial degrees full). 103This is why your bodies there are naturally beautiful; they are satopradhan.
103Yah sārī duniyā 16 kalā sampūrṇ ban jātī hai .
104The whole world becomes 16 celestial degrees full.
104Abhī tō kōī kalā nahī̃ hai , jō bhī baṛē sē baṛē lōg haĩ athavā mahātmā ādi haĩ , yah bāp key|kī knowledge unkī takdīr mē̃ hī nahī̃ hai . 105Unhō̃ kō apnā hī ghamaṇḍ hai .
105Now, there are no degrees. 106It is not in the fortune of all the eminent people or the great souls etc. to have this knowledge of the Father; they have their own pride.
106Bahut karkē hai hī garībō̃ key|kī takdīr mē̃ .
107Generally, this is said to be in the fortune of the poor.
107Kōī kahtē haĩ itnā ūñch bāp hai , unkō tō kōī baṛē rājā athavā pavitra r̥iṣhi ādi K|kē tan mē̃ ānā chāhiē .
108Some say: The Father is so elevated that He should enter the body of a great king or a pure rishi.
108Pavitra hōtē hī haĩ sannyāsī .
109Only the sannyasis are pure.
110He could also enter the body of a pure kumari.
109Bāp baiṭh samjhātē haĩ maĩ kismē̃ ātā hū̃ .
111The Father sits here and explains whom He enters.
110Maĩ ātā hī usmē̃ hū̃ jō pūrē 84 janma lētē haĩ .
112I enter the one who takes the full 84 births.
111Ēk din bhī cum|kam nahī̃ .
113There cannot be even one day less.
112Śhrīkr̥iṣhṇa paidā huā us samay sē 16 kalā sampūrṇ ṭhaharā|ṭhahrā .
114On the day that Shri Krishna is born, he is 16 celestial degrees full.
113Phir satō , rajō , tamō mē̃ ātē haĩ .
115Then he goes through the stages of sato, rajo and tamo.
114Her|har chīz pahlē satōpradhān phir satō , rajō , tamō mē̃ ātī hai .
116Everything is at first satopradhan and it then becomes sato, rajo and tamo.
115Satyug mē̃ bhī aisā hōtā hai .
117It is the same in the golden age.
116Bachchā satōpradhān hai phir baṛā hōgā tō kahēgā ab ham yah śharīr chhōṛ satōpradhān bachchā bantā hū̃ .
118A child is satopradhan at first and then, when he grows old, he says that he is now going to leave that body and become a satopradhan child.
117Tum bachchō̃ kō itnā naśhā nahī̃ hai . 118Khuśhī kā pārā nahī̃ chaṛhtā hai .
119Some children don't have that much intoxication; their mercury of happiness just doesn't rise.
119Jō achchhī mēhnat kartē haĩ , khuśhī kā pārā chaṛhtā rahtā hai .
120The mercury of happiness of those who make good efforts continues to rise.
120Śhakla bhī khuśhnumaḥ rahtī hai .
121Their faces remain very happy and cheerful.
121Āgē chal tumkō sākṣhātkār hōtē rahē̃gē .
122As you progress further, you will continue to have visions.
122Jaisē ghar K|kē nazdīk ākar pahũchtē haĩ tō phir vah gharbār makān ādi yād ātā hai nā .
123As you come closer to your home, you remember your home, family and buildings etc.
123Yah bhī aisē hai .
124It is the same here.
124Puruṣhārth kartē-kartē tumhārī prālabdh jab nazdīk hōgī tō phir bahut sākṣhātkār hōtē rahē̃gē . 125Khuśhī mē̃ rahē̃gē .
125While making effort, as your reward comes closer, you will continue to have many visions; you will remain happy.
126Jō nā-pass hōtē haĩ tō śharm K|kē mārē ḍūb martē haĩ .
126Those who fail drown themselves because of being ashamed.
127Tumkō bhī bābā batā dētē haĩ phir bahut pachhtānā paṛēgā .
127Baba will also tell you everything and you will then have to repent a great deal.
128Apnē bhaviṣhya kā sākṣhātkār karē̃gē , ham kyā banē̃gē ?
128You will have visions of your future and what you are to become.
129Bābā dikhlāyēṅgē yah-yah vikarma ādi kiyē haĩ . 130Pūrā paṛhē nahī̃ , traitor banē̃ , isliē yah sazā miltī hai .
129Baba will show you the bad actions you performed: You didn't study fully, but became a traitor, and, therefore, this is your punishment.
131Sab sākṣhātkār hōgā .
130You will have visions of everything.
132Bigar sākṣhātkār sazā kaisē dēgē ?
131How could He give punishment without giving visions?
133Court mē̃ bhī batātē haĩ - tumnē yah-yah kiyā hai , uskī sazā hai .
132In a court too, they tell you what you did and what your punishment is going to be for that.
134Jab tak karmātīt avasthā hō jāē tab tak kuchh na kuchh niśhānī rahēgī .
133Until you reach the karmateet stage, one sign or another will remain.
135Ātmā pavitra hō jātī hai phir tō śharīr chhōṛnā paṛē . 136Yahā̃ rah na sakē̃ .
134When you souls become pure, you will have to shed your bodies; you will no longer be able to stay here.
137Vah avasthā tumkō dhāraṇ karnī hai .
135You have to reach that stage.
138Abhī tum vāpis jāē phir naī duniyā mē̃ ānē kē liē taiyārī kartē hō .
136You are now making preparations to return home and then come into the new world.
139Tumhārā puruṣhārth hī yah hai ki ham jaldī-jaldī jāyē̃ , phir jaldī-jaldī āyē̃ .
137Your efforts are to go home quickly and then come down here quickly.
140Jaisē bachchō̃ kō khēl mē̃ dauṛātē haĩ nā .
138Children are made to race.
141Niśhān tak jākar phir lauṭ ānā hai .
139They are told to touch their goal and come back.
142Tumkō bhī jaldī-jaldī jānā hai , phir pahlē number mē̃ naī duniyā mē̃ ānā hai .
140You too have to go there quickly and then go into the new world in the first number.
143Tō tumhārī race hai yah .
141So, this is your race.
144School mē̃ bhī race karātē haĩ nā .
142They have races at schools.
145Tumhārā hai yah pravr̥itti mārg .
143This is your family path.
146Tumhārā pahlē-pahlē pavitra gr̥ihastha dharm thā .
144At first, you had a pure household religion.
147Abhī hai vicious phir viceless world banēgā .
145Now, the world is vicious and it will then become viceless.
148In bātō̃ kō tum simraṇ kartē rahō tō bhī bahut khuśhī rahēgī .
146If you continue to churn these things you will remain very happy.
149Ham hī rājya lētē haĩ phir ganvātē haĩ .
147We claim the kingdom and then we lose it.
150Hero-heroine kahtē haĩ nā .
148People speak of the hero and heroine.
151Hīrē jaisā janm lēkar phir kauṛī jaisē janm mē̃ ātē haĩ .
149You take a birth as valuable as a diamond and you then go into a birth that is like a shell.
152Abhī bāp kahtē haĩ - tum kauṛiyō̃ pichhāṛī time west|waste mat karō .
150Now the Father says: Don't waste your time chasing after shells.
153Yah kahtē haĩ ham bhī time west|waste kartē thē .
151This one says: I too used to waste my time.
154Tō hamkō bhī kahā ab tō tum mērā bankar yah rūhānī dhandhā karō .
152He also told me: Now belong to Me and do this spiritual business.
155Tō jhaṭ sab kuchh chhōṛ diyā .
153So, I instantly left everything.
156Paisē kōī phēṅk tō nahī̃ dēgē .
154No one would throw money away.
157Paisē tō kām mē̃ ātē haĩ .
155Money is useful.
158Paisē binā kōī makān ādi thōṛēhī mil saktā .
156You can't get buildings, etc. without money.
159Āgē chal baṛē-baṛē dhanvān āyēṅgē . 160Tumkō madad dētē rahē̃gē .
157As you make further progress, many very wealthy people will come; they will continue to help you.
161Ēk din tumkō baṛē-baṛē college , university mē̃ bhī jākar bhāṣhaṇ karnā hōgā ki yah sr̥iṣhṭi kā chakra kaisē phirtā hai .
158One day, you will have to go and give lectures at big colleges and universities and tell them how the world cycle turns.
162History repeat hōtī hai ādi sē ant tak .
159History repeats from the beginning to the end.
163Golden age sē iron age tak sr̥iṣhṭi key|kī history-geography ham batā saktē haĩ .
160We can tell you the history and geography of the world from the golden age to the iron age.
164Characters kē ūpar tō tum bahut samjhā saktē hō .
161You can explain to them a lot about character.
165In lakṣhmī-nārāyaṇ key|kī mahimā karō .
162Praise Lakshmi and Narayan.
166Bhārat kitnā pāvan thā , daivī characters thē .
163Bharat was so pure; people had divine characters.
167Ab tō vicious characters haĩ .
164Now they have vicious characters.
168Jarūr phir chakra repeat hōgā .
165The cycle will definitely repeat again.
169Ham world key|kī history-geography sunā saktē haĩ .
166We can tell you the history and geography of the world.
170Vahā̃ jānā bhī achchhē-achchhē kō chāhiē .
167Those who are very good should go there.
171Jaisē thiyōsōphikal society hai , vahā̃ tum bhāṣhaṇ karō .
168For instance, there is the Theosophical Society; you should go and give a lecture there.
172Śhrīkr̥iṣhṇa tō dēvtā thā , satyug mē̃ thā .
169Shri Krishna was a deity and he existed in the golden age.
173Pahlē-pahlē hai śhrīkr̥iṣhṇa jō phir nārāyaṇ bantē haĩ .
170First of all, there is Shri Krishna and then he becomes Narayan.
174Ham āpkō śhrīkr̥iṣhṇa K|kē 84 janmō̃ key|kī kahānī sunāyē̃ , jō aur kōī sunā na sakē .
171Now we will tell you the story of the 84 births of Shri Krishna, which no one else can tell you.
175Yah topic kitnī baṛī hai .
172This topic is very big.
176Hōśhiyār kō bhāṣhaṇ karnā chāhiē .
173Those who are clever should go and give lectures.
177Abhī tumhārē dil mē̃ ātā hai , ham viśhva K|kē mālik banē̃gē , kitnī khuśhī hōnī chāhiē .
174It now enters your hearts that you will become the masters of the world, and so there should be so much happiness.
178Andar baiṭh yah jāp japō phir tumkō is duniyā mē̃ kuchh bhāsēgā nahī̃ .
175When you sit and chant this internally, you will not like anything of this old world.
179Yahā̃ tum ātē hī hō - viśhva kā mālik bannē - parampitā paramātmā dvārā .
176You come here to become the masters of the world through the Supreme Father, the Supreme Soul.
180Viśhva tō is duniyā kō hī kahā jātā hai .
177This world is called "Vishwa".
181Brahmlōk vā sūkṣhmavatan kō viśhva nahī̃ kahē̃gē .
178Neither the region of brahm nor the subtle region can be called a world.
182Bāp kahtē haĩ maĩ viśhva kā mālik nahī̃ bantā hū̃ .
179The Father says: I don't become the Master of the world.
183Is viśhva kā mālik tum bachchō̃ kō banātā hū̃ .
180I make you children the masters of the world.
184Kitnī guhya bātē̃ haĩ .
181These are such deep matters.
185Tumkō viśhva kā mālik banātā hū̃ .
182I make you into the masters of the world.
186Phir tum māyā K|kē dās ban jātē hō .
183Then, you become the slaves of Maya.
187Yahā̃ jab sāmnē yōg mē̃ biṭhātē hō tō bhī yād dilānī hai - ātma-abhimānī hō baiṭhō , bāp kō yād karō .
184When you sit in front of people and make them sit in yoga, remind them: “Sit in soul consciousness and remember the Father.”
1885 minute bād phir bōlō .
185Then, tell them the same thing again after five minutes.
189Tumhārē yōg K|kē programme chaltē haĩ nā .
186You have yoga programmes.
190Bahutō̃ key|kī buddhi bāhar chalī jātī hai isliē 5-10 minute bād phir sāvdhān karnā chāhiē . 191Apnē kō ātmā samajh baiṭhē hō ?
187The intellects of many wander outside and you therefore have to caution them every five to ten minutes: “Are you sitting here while considering yourselves to be souls?”
192Bāp kō yād kartē hō ?
188“Are you remembering the Father?”
193Tō khud kā bhī attention rahēgā .
189Your own attention will also then be maintained.
194Bābā yah sab yuktiyā̃ batlātē haĩ .
190Baba tells you all these different methods.
195Ghaṛī-ghaṛī sāvdhān karō . 196Apnē kō ātmā samajh śhivābābā key|kī yād mē̃ baiṭhē hō ?
191Caution them again and again. “ Are you sitting in remembrance of Shiv Baba while considering yourselves to be souls?”
197Tō jinkā buddhiyōg bhaṭaktā hōgā vah khaṛē hō jāyēṅgē .
192Those whose intellects’ yoga is wandering elsewhere will then become alert.
198Ghaṛī-ghaṛī yah yād dilānā chāhiē .
193Remind them of this again and again.
199Bābā key|kī yād sē hī tum us pār chalē jāyēṅgē .
194It is only by having remembrance of Baba that you will be able to go across.
200Gātē bhī haĩ khivaiyā , naīyā mērī pār lagāō .
195People sing: Hey Boatman, take my boat across!
201Parantu arth|earth kō nahī̃ jāntē .
196However, they don't understand the meaning of that.
202Muktidhām mē̃ jānē kē liē ādhākalp bhakti kī hai .
197You have been performing devotion for half a cycle in order to go to the land of liberation.
203Ab bāp kahtē haĩ mujhē yād karō tō muktidhām mē̃ chalē jāyēṅgē .
198The Father says: Now remember Me and you will go to the land of liberation.
204Tum baiṭhtē hī hō pāp kaṭnē liē tō phir pāp karnē thōṛēhī chāhiē .
199You sit here to have your sins cut away and so you mustn't commit any more sins.
205Nahī̃ tō phir pāp rah jāyēṅgē .
200Otherwise, the sins will still remain.
206Number one yah puruṣhārth hai - apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karō .
201The number one effort is to consider yourself to be a soul and remember the Father.
207Aisē sāvdhān kartē rahnē sē apnā bhī attention rahēgā .
202By cautioning others in this way, you too will be able to pay attention.
208Khud kō bhī sāvdhān karnā hai .
203You also have to caution yourself.
209Khud bhī yād mē̃ baiṭhē tab aurō̃ kō biṭhāyē̃ .
204Only when you stay in remembrance yourself can you inspire others to sit in remembrance.
210Ham ātmā haĩ , jātē haĩ apnē ghar .
205“I am a soul and I am going home.
211Phir ākar rājya karē̃gē .
206I will then come and rule here.”
212Apnē kō śharīr samajhnā - yah bhī ēk kaṛī bīmārī hai isliē hī sab rasātal mē̃ chalē gayē haĩ .
207To consider yourself to be a body is a severe illness. 208This is why everyone is now in the depths of hell.
213Unkō phir salvage karnā hai .
209Therefore, you have to salvage them.
214Achchhā !
210Achcha.
215Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
211To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
216Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
212The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
217Dhārṇā kē liē mukhya sār :
213Essence for dharna:
2181 ) apnā time rūhānī dhandhē mē̃ saphal karnā hai .
2141. Use your time in a worthwhile way by doing this spiritual business.
219Hīrē jaisā jīvan banānā hai .
215Make your life as valuable as a diamond.
220Apnē kō sāvdhān kartē rahnā hai .
216Continue to caution yourself.
221Śharīr samajhnē key|kī kaṛī bīmārī sē bachnē kā puruṣhārth karnā hai .
217Make effort to cure yourself of the severe illness of considering yourself to be a body.
2222 ) kabhī bhī māyā kā dās nahī̃ bannā hai , andar mē̃ baiṭh jāp japnā hai ki ham ātmā haĩ .
2182. Never become Maya's slave. 219Sit and internally chant, "I am a soul".
223Khuśhī rahē ham beggar sē prince ban rahē hai .
220Maintain the happiness that you are changing from a beggar to a prince.
Blessing
224Vardān : anubhavō̃ K|kē guhyatā key|kī prayōgśhālā mē̃ rah naī research karnē vālē antarmukhī bhav
221Blessing: May you be introspective and carry out new research by staying in the depths of the laboratory of experiences.
225Jab svayã mē̃ pahlē sarv anubhav pratyakṣha hōṅgē tab pratyakṣhatā hōgī - iskē liē antarmukhī ban yād kī yātrā va her|har prāpti key|kī guhyatā mē̃ jākar research karō , saṅkalp dhāraṇ karō aur phir uskā pariṇām vā siddhi dēkhō ki jō saṅkalp kiyā vah siddha huā yā nahī̃ ?
222When all experiences are first revealed to you, revelation will then take place. 223For this, become introspective, stay on the pilgrimage of remembrance and go in the depths of every attainment and research it. 224Instil a thought in yourself and then look at its result or success: Did the thought I had become practical or not?
226Aisē anubhavō̃ K|kē guhyatā key|kī prayōgśhālā mē̃ rahō jō mahsūs hō ki yah sab kōī viśhēṣh lagan mē̃ magan is saṅsār sē uparām haĩ .
225Stay in the depths of this laboratory of experiences in this way, so that others feel that all of you are especially absorbed in love and beyond this world.
227Karma kartē yōg key|kī powerful stage mē̃ rahnē kā abhyās baṛhāō .
226While doing everything, increase the practice of staying in a powerful stage of yoga.
228Jaisē vāṇī mē̃ ānē kā abhyās hai aisē rūhāniyat mē̃ rahnē kā abhyās ḍālō .
227Just as you have the practice of speaking, in the same way, practise maintaining your spirituality.
Slogan
229Slōgan : santuṣhṭatā key|kī seat par baiṭhkar paristhitiyō̃ kā khēl dēkhnē vālē hī santuṣhṭamaṇi haĩ .
228Slogan: Those who observe the situations as games while seated on their seat of contentment are jewels of contentment.
229*** Om Shanti ***
230Avyakt iśhārē - aśharīrī va vidēhī sthiti kā abhyās baṛhāō
230Avyakt Signal: Increase the practice of the bodiless stage (ashariri and videhi).
231Jaisē haṭhyōgī apnē śhvāṅs kō jitnā samay chāhē̃ utnā samay rōk saktē haĩ .
231Hatha yogis are able to hold their breath for as long as they want.
232Āp sahajyōgī , svataḥ yōgī , sadā-yōgī , karm-yōgī , śrēṣṭh-yōgī apnē saṅkalp kō , śhvāṅs kō prāṇēśhvar bāp K|kē gyān K|kē ādhār par jō saṅkalp , jaisā saṅkalp jitnā samay karnā chāhō utnā samay usī saṅkalp mē̃ sthit hō jāō .
232You easy yogis, natural yogis, constant yogis, karma yogis, elevated yogis, need to be able to become stable in your thoughts and your breath for as long as you want and in whatever thought you want on the basis of this knowledge that is given to you by the Father, who is the Lord of your Life.
233Abhī-abhī śhuddha saṅkalp mē̃ ramaṇ karō , abhī-abhī ēk hī lagan arthāt ēk hī bāp sē milan key|kī , ēk hī aśharīrī bannē K|kē śuddh-saṅkalpa mē̃ sthit hō jāō .
233Play with pure thoughts one moment and have deep love for just the one Father or become bodiless and have a meeting with Him. 234Become stable in this one pure thought.