मंगलवार 25 नवंबर 2025 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
025-11-2025 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
025/11/25 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - ātmā kō satōpradhān banānē kā phurnā ( phikra ) rakhō , kōī bhī khāmī ( kamī ) rah na jāē , māyā ġaphlat na karā dē ' '
1Essence: Sweet children, be concerned about making your soul satopradhan. 2Make sure that no weaknesses remain and that Maya doesn't make you careless.
Question
2Praśhna : tum bachchō̃ K|kē mukh sē kaun sē śhubh bōl sadā nikalnē chāhiē ?
3Question: Which auspicious words should constantly emerge from the lips of you children?
Answer
3Uttar : sadā mukh sē yahī śhubh bōl bōlō ki ham nar sē nārāyaṇ banē̃gē , cum|kam nahī̃ .
4Answer: Constantly say these auspicious words: We will change from ordinary human beings into Narayan, nothing less.
4Ham hī viśhva K|kē mālik thē phir sē banē̃gē .
5We were the masters of the world and are becoming that once again.
5Lēkin yah mañjil ūñchī hai , isliē bahut-bahut khabardār rahnā hai .
6However, this destination is very high. 7Therefore, you have to remain extremely careful.
6Apnā pōtāmēl dēkhnā hai .
8Check your charts.
7Aim object kō sāmnē rakh puruṣhārth kartē rahnā hai , heartfail nahī̃ hōnā hai .
9Keep your aim and objective in front of you, continue to make effort and don't become disheartened.
Murli
8Ōm śhānti .
10Om shanti.
9Bāp baiṭh rūhānī bachchō̃ kō samjhātē haĩ - yahā̃ jab yād kī yātrā mē̃ baiṭhtē hō tō bhāī-bahinō̃ kō kahō ki tum ātma-abhimānī hō baiṭhō aur bāp kō yād karō .
11The Father sits here and explains to you spiritual children. 12Before you sit for the pilgrimage of remembrance, tell the brothers and sisters: Sit here in soul consciousness and remember the Father.
10Yah smr̥iti dilānī chāhiē .
13You have to remind them of this.
11Tumkō abhī yah smr̥iti mil rahī hai .
14You are now being given this awareness.
12Ham ātmā haĩ , hamārā bāp hamkō paṛhānē ātē haĩ .
15I am a soul and my Father has come to teach me.
13Ham bhī karmēndriyō̃ dvārā paṛhtē haĩ .
16I study through my physical organs.
14Bāp bhī karmēndriyō̃ kā ādhār lē in dvārā pahlē-pahlē yah kahtē haĩ - bāp kō yād karō .
17The Father too takes the support of physical organs and He first of all says through this one: Remember the Father.
15Bachchō̃ kō samjhāyā gayā hai ki yah hai gyān mārg . 16Bhakti mārg nahī̃ kahē̃gē .
18It has been explained to you children that this path is of this knowledge; this isn't called the path of devotion.
17Gyān sirph ēk hī gyān sāgar patit-pāvan dētē haĩ .
19Only the one Ocean of Knowledge, the Purifier, gives this knowledge.
18Tumkō pahlē number kā pāṭh yahī miltā hai - apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karō .
20The number one lesson you are taught is: Consider yourselves to be souls and remember the Father.
19Yah bahut jarūrī hai .
21This is most essential.
20Aur kōī bhī satsaṅg mē̃ kisī kō kahnē āyēgā nahī̃ .
22In no other satsang would they know how to say this.
21Bhal ājkal artificial sãsthāyē̃ bahut nikalī haĩ . 22Tumsē sunkar kōī kahē bhī parantu arth|earth samajh na sakē .
23Nowadays, there are many artificial institutions where they might repeat this, having heard you, but they wouldn't really understand the meaning of it.
23Samjhānē kā akla nahī̃ āyēgā .
24They wouldn't have the wisdom to explain it.
24Yah tumkō hī bāp kahtē haĩ ki bēhad K|kē bāp kō yād karō tō vikarma vināśh hō jāē̃ .
25The Father only tells you children: Remember the unlimited Father and your sins will be absolved.
25Vivēk bhī kahtā hai yah purānī duniyā hai .
26Reason also says that this is an old world.
26Naī duniyā aur purānī duniyā mē̃ bahut fark hai .
27There is a lot of difference between a new world and an old world.
27Vah hai pāvan duniyā , yah hai patit duniyā .
28That is a pure world and this is an impure world.
28Bulātē bhī haĩ hē patit-pāvan āō , ākar pāvan banāō .
29You call out: O Purifier, come! 30Come and purify us!
29Gītā mē̃ bhī akṣhar hai māmēkam yād karō .
31There is the expression in the Gita: Constantly remember Me alone.
30Dēh K|kē sarv sambandh tyāg apnē kō ātmā samjhō .
32Renounce all bodily relations and consider yourself to be a soul.
31Yah dēh K|kē sambandh pahlē nahī̃ thē .
33At first, you don't have any relations of bodies.
32Tum ātmā yahā̃ ātī hō part bajānē .
34You souls come here to play your parts.
33Gāyan bhī hai - akēlē āyē , akēlā jānā hai .
35It is remembered: You came alone and you have to return alone.
34Inkā arth|earth manuṣhya nahī̃ samajhtē .
36People don't understand the meaning of this.
35Ab tum practical mē̃ jāntē hō .
37You now understand this in a practical way.
36Ham abhī pāvan ban rahē haĩ yād kī yātrā sē vā yād K|kē bal sē .
38We are now becoming pure through the pilgrimage of remembrance and the power of yoga.
37Yah hai hī rājyōg bal .
39This is the power of Raja Yoga.
38Vah hai haṭhyōg jissē manuṣhya thōṛē samay kē liē tandurūsta rahtē haĩ .
40The other is hatha yoga through which human beings become healthy for a short time.
39Satyug mē̃ tum kitnā tandurūsta rahtē hō . 40Haṭhyōg key|kī darkār nahī̃ .
41In the golden age, you remain so healthy that there is no need for hatha yoga there.
41Yah sab yahā̃ is chhī-chhī duniyā mē̃ kartē haĩ .
42It is here, in this dirty world, that you do that.
42Yah hai hī purānī duniyā .
43This is an old world.
43Satyug naī duniyā jō past hō gaī hai , usmē̃ in lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya thā .
44The golden age, that new world that has now passed, used to have the kingdom of Lakshmi and Narayan.
44Yah kiskō bhī patā nahī̃ hai .
45No one knows this.
45Vahā̃ har ēk chīz naī hai .
46There, everything is new.
46Gīt bhī hai nā jāg sajniyā jāg … .
47There is the song: Awaken! 48O brides, awaken!
47Navyug hai satyug . 48Purānā yug hai kaliyug .
49That new age is the golden age; the old age is the iron age.
49Abhī iskō kōī bhī satyug tō nahī̃ kahē̃gē .
50No one would call this the golden age.
50Abhī kaliyug hai , tum satyug kē liē paṛhtē hō .
51It is now the iron age. 52You are now studying for that golden age.
51Aisā paṛhānē vālā tō kōī bhī nahī̃ hōgā jō kahē ki is paṛhāī sē tumkō naī duniyā mē̃ rājya pad milēgā .
53No other teacher would tell you that you can claim a royal status in a new world by studying.
52Bāp K|kē sivāē aur kōī bōl na sakē .
54No one else can say this apart from Father.
53Tum bachchō̃ kō her|har bāt key|kī smr̥iti dilāī jātī hai .
55You children are reminded of everything.
54Ġaphlat nahī̃ karnī hai .
56Don't become careless.
55Bābā sabkō samjhātē rahtē haĩ . 56Kahā̃ bhī baiṭhō , dhandhā ādi karō apnē kō ātmā samajh karō .
57Baba continues to explain to you all: Wherever you are sitting or whatever business you are doing, do that while considering yourselves to be souls.
57Dhandhē dhōrī mē̃ jarā muśhkilāt hōtī hai tō jitnā hō sakē - time nikāl yād mē̃ baiṭhō tab hī ātmā pavitra hōgī . 58Aur kōī upāya nahī̃ .
58Whenever there is any difficulty or slackness in your business, make as much time as possible to sit in remembrance, because only then will you souls become pure; there is no other way.
59Tum rājyōg sīkh rahē hō naī duniyā kē liē .
59You are studying Raja Yoga for the new world.
60Vahā̃ iron aged ātmā jā na sakē .
60Iron-aged souls cannot go there.
61Māyā nē ātmā K|kē paṅkh tōṛ ḍālē haĩ .
61Maya has broken the wings of souls.
62Ātmā uṛtī hai nā .
62Souls fly, do they not?
63Ēk śharīr chhōṛ dūsrā lētī hai .
63They shed their bodies and take others.
64Ātmā hai sabsē tīkhā rocket .
64A soul is the fastest rocket of all.
65Tum bachchō̃ kō yah naī-naī bātē̃ sunkar wonder lagtā hai .
65You children are amazed when you hear these new things.
66Ātmā kitnā chhōṭā rocket hai .
66You souls are such tiny rockets!
67Usmē̃ 84 janmō̃ kā part nūndhā huā hai .
67A part of 84 births is recorded in each of you.
68Aisī bātē̃ dil mē̃ yād rakhnē sē umaṅg āyēgā .
68By keeping such things in your hearts, you will feel enthusiastic.
69School mē̃ vidyārthiyō̃ key|kī buddhi mē̃ vidyā yād rahtī hai nā .
69Students in a school remember their studies.
70Tumhārī buddhi mē̃ ab kyā hai ?
70What is now in your intellects?
71Buddhi kōī śharīr mē̃ nahī̃ hai . 72Ātmā mē̃ hī man-buddhi hai .
71The intellect is not in your body; the mind and intellect are in you, a soul.
73Ātmā hī paṛhtī hai .
72It is the soul who studies.
74Naukrī ādi sab kuchh ātmā hī kartī hai .
73It is the soul who does a job.
75Śhivbābā bhī ātmā hai . 76Parantu unkō param kahtē haĩ .
74Shiv Baba too is a soul, but He is called "The Supreme".
77Vah gyān kā sāgar hai .
75He is the Ocean of Knowledge.
78Vah bahut chhōṭī bindī hai .
76He is a very tiny point.
79Yah bhī kiskō patā nahī̃ hai , jō us bāp mē̃ saṅskār haĩ vahī tum bachchō̃ mē̃ bharē jātē haĩ .
77No one knows that you children are being filled with the Father's sanskars.
80Abhī tum yōgbal sē pāvan ban rahē hō .
78You are now becoming pure with the power of yoga.
81Uskē liē puruṣhārth karnā paṛē .
79For that, you do have to make effort.
82Paṛhāī mē̃ phurnā tō rahtā hai ki kahā̃ ham fail na hō jāē̃ .
80You have to be concerned not to fail in your studies.
83Ismē̃ pahlē number key|kī subject hī yah hai ki ham ātmā satōpradhān banē̃ .
81The number one subject in this is: I, this soul, have to become satopradhan.
84Kuchh khāmī na rah jāē .
82No weaknesses should remain.
85Nahī̃ tō nā-pass hō jāyēṅgē .
83Otherwise, you will fail.
86Māyā tumkō her|har bāt mē̃ bhulātī hai .
84Maya makes you forget everything.
87Ātmā chāhtī bhī hai chart rakhē̃ . 88Sārē din mē̃ kōī āsurī kām na karē̃ . 89Parantu māyā chart rakhnē nahī̃ dētī .
85You souls do want to keep a chart so that you don't perform any sinful actions throughout the day, but Maya doesn't allow you to keep a chart.
90Tum māyā K|kē chambē mē̃ ā jātē hō .
86You get caught by Maya's claws.
91Dil kahtī bhī hai - pōtā-mēl rakhē̃ .
87Your heart says: I should keep a chart.
92Vyāpārī lōg hamēśhā phāydē nuksān kā pōtāmēl rakhtē haĩ .
88Businessmen always keep accounts of their profit and loss.
93Tumhārā tō yah bahut baṛā pōtāmēl hai .
89This is a very big account of yours.
9421 janmō̃ key|kī kamāī hai , ismē̃ ġaphlat nahī̃ karnī chāhiē .
90This is an income for 21 births and you must therefore not be careless or make any mistakes.
95Bachchē bahut ġaphlat kartē haĩ .
91Some of you children are very careless and make many mistakes.
96Is bābā kō tō tum bachchē sūkṣhmavatan mē̃ , svarg mē̃ bhī dēkhtē hō .
92Some children see this Baba in the subtle region and also in heaven.
97Bābā bhī bahut puruṣhārth kartē haĩ . 98Wonder bhī khātē rahtē haĩ .
93This Baba, too, makes a lot of effort and he continues to be amazed.
99Bābā key|kī yād mē̃ snān kartā hū̃ , bhōjan khātā hū̃ , phir bhī bhūl jātā hū̃ phir yād karnē lagtā hū̃ .
94I bathe, I eat my meals in remembrance of Baba and yet I forget Him. 95Then I begin to remember Him again.
100Baṛī subject hai yah .
96This is a very big subject.
101Is bāt mē̃ kōī bhī matbhēd ā nahī̃ saktā .
97There mustn't be any difference of opinion in this.
102Gītā mē̃ bhī hai dēh sahit dēh K|kē sab dharm chhōṛō .
98It says in the Gita: Renounce your body and all your bodily relations.
103Bākī rahī ātmā .
99Then, just the soul remains.
104Dēh kō bhūl apnē kō ātmā samjhō .
100Forget your body and consider yourself to be a soul!
105Ātmā hī patit tamōpradhān banī hai .
101It is souls who are impure and tamopradhan.
106Manuṣhya phir kah dētē ātmā nirlēp hai .
102However, human beings say that souls are immune to the effect of action.
107Ātmā sō paramātmā , sō ātmā hai isliē samajhtē haĩ ātmā mē̃ kōī lēp-chhēp nahī̃ lagtā hai .
103They say that each soul is the Supreme Soul and, because He too is a soul, they say that souls are immune to the effect of action.
108Tamōguṇī manuṣhya śhikṣhā bhī tamōguṇī dētē haĩ . 109Satōguṇī banā na sakē̃ .
104Tamoguni human beings give tamoguni teachings; they cannot make you satoguni.
110Bhakti mārg mē̃ tamōpradhān bannā hai .
105You become tamopradhan on the path of devotion.
111Har ēk chīj pahlē satōpradhān phir rajō tamō mē̃ ātī hai .
106Everything is at first satopradhan and then goes through the stages of rajo and tamo.
112Construction aur destruction hōtā hai .
107There is construction and destruction.
113Bāp naī duniyā kā construction karātē phir is purānī duniyā kā destruction hō jātā hai .
108The Father inspires the construction of the new world and then there is the destruction of this old world.
114Bhagvān tō naī duniyā rachnē vālā hai .
109God is the Creator of the new world.
115Yah purānī duniyā badalkar naī hōgī .
110This old world will change and become new.
116Naī duniyā K|kē chinh tō yah lakṣhmī-nārāyaṇ haĩ nā .
111The signs of the new world are this Lakshmi and Narayan.
117Yah naī duniyā K|kē mālik haĩ .
112They are the masters of the new world.
118Trētā kō bhī naī duniyā nahī̃ kahē̃gē .
113Even the silver age isn't called the new world.
119Kaliyug kō purānā , satyug kō nayā kahā jātā hai .
114The iron age is the old world and the golden age is the new world.
120Kaliyug ant aur satyug ādi kā yah hai saṅgamyug .
115Between the end of the iron age and the beginning of the golden age, there is this confluence age.
121Kōī aim|M|am . A . , be|B . A . paṛhtē haĩ tō ūñch ban jātē haĩ nā .
116When someone studies for an MA or a BA, he becomes very elevated.
122Tum is paṛhāī sē kitnē ūñch bantē hō .
117You become very elevated through this study.
123Duniyā is bāt kō nahī̃ jāntī ki inkō itnā ūñch kisnē banāyā .
118No one in the world knows who made them so elevated.
124Tum abhī ādi-madhy-ant kō jān gayē hō .
119You now know the beginning, the middle and the end.
125Sabkī jīvan kahānī kō tum jāntē hō .
120You know everyone's life story.
126Yah hai knowledge .
121This is knowledge.
127Bhakti mē̃ knowledge nahī̃ hai sirph karmkāṇḍ sikhātē haĩ .
122There is none of this knowledge on the path of devotion; they simply teach you physical rituals.
128Bhakti tō athāh hai .
123There is plenty of devotion.
129Kitnā varṇan kartē haĩ .
124They speak about it so much.
130Bahut ḵẖūbṣhūrat dikhāī paṛtī hai .
125It appears to be very beautiful.
131Bīj mē̃ kyā khūbsūrtī hai , itnā chhōṭā bīj kitnā baṛā hō jātā hai .
126What beauty is there in a seed? 127Such a tiny seed becomes so big.
132Bhakti kā yah jhāṛ hai , athāh karm-kāṇḍ haĩ .
128That is the tree of devotion; there are so many physical rituals.
133Gyān kā guṭakā ēk hī hai manmanābhav .
129In this knowledge, there is just the one term: Manmanabhav!
134Bāp kahtē haĩ tamōpradhān sē satōpradhān bannē kē liē mujhē yād karō .
130The Father says: In order to become satopradhan from tamopradhan, remember Me.
135Tum kahtē bhī hō hē patit-pāvan ākar hamkō pāvan banāō .
131You say: O Purifier, come and make us pure!
136Rāvaṇ rājya mē̃ sab patit duḥkhī haĩ .
132Everyone in the kingdom of Ravan is impure and unhappy.
137Rāmrājya mē̃ sab haĩ pāvan sukhī .
133Everyone in the kingdom of Rama is pure and happy.
138Rāmrājya , rāvaṇ rājya nām tō hai .
134There are the terms: The kingdom of Rama and the kingdom of Ravan.
139Rāmrājya kā kiskō patā nahī̃ hai sivāē tum bachchō̃ K|kē .
135No one, except you children, knows the kingdom of Rama.
140Tum ab puruṣhārth kar rahē hō .
136You are now making effort.
14184 janmō̃ kā rāz bhī tumhārē sivāē kōī nahī̃ jāntē .
137No one but you knows the secret of 84 births.
142Bhal karkē kahtē haĩ bhagvānuvāch - manmanābhav . 143Sō kyā aisē thōṛēhī kōī samjhāyēṅgē ki tumnē 84 janm kaisē pūrē liē .
138Although others say: “God speaks: Manmanabhav”, so what? 139They can't explain how you have taken the full 84 births.
144Ab chakra pūrā hōtā hai .
140The cycle is now coming to an end.
145Gītā sunānē vālō̃ kā jākar sunō - gītā par kyā bōltē haĩ .
141Go and listen to those who relate the Gita and listen to what they say.
146Tumhārī buddhi mē̃ tō ab sārā gyān ṭapaktā rahtā hai .
142All of this knowledge now drips into your intellects.
147Bābā pūchhtē haĩ - āgē kabhī milē hō ?
143Baba asks you: Have we met previously?
148Kahtē haĩ hā̃ bābā kalp pahlē milē thē .
144You reply: Yes Baba, we met in the previous cycle.
149Bābā pūchhtē haĩ aur tum uttar dētē hō arth|earth sahit .
145Baba asks and you give the correct answer meaningfully.
150Aisē nahī̃ ki tōtē misal kah dēgē .
146You don't just speak like parrots.
151Phir bābā pūchhtē haĩ - kyō̃ milē thē , kyā pāyā thā ?
147Then, Baba asks: Why did we meet? 148What did you attain?
152Tō tum kah saktē hō - hamnē viśhva kā rājya pāyā thā , usmē̃ sab ā jātā hai .
149So, you reply: We attained the kingdom of the world and everything is included in that.
153Bhal tum kahtē hō nar sē nārāyaṇ banē thē parantu viśhva kā mālik bannā , usmē̃ rājā-rānī aur deity dynasty sab hai .
150Although you say that you change from ordinary humans into Narayan, becoming the masters of the world includes the king, the queen and the deity dynasty.
154Unkā mālik rājā , rānī , prajā sab banē̃gē .
151The king, the queen and the subjects will all become the masters of the world.
155Iskō kahā jātā hai śhubh bōlnā .
152This is known as speaking auspicious words.
156Ham tō nar sē nārāyaṇ banē̃gē , cum|kam nahī̃ .
153I will change from an ordinary human into Narayan and nothing less.
157Bāp kahē̃gē - hā̃ bachchē , pūrā puruṣhārth karō .
154The Father says: Yes children. 155Make full effort.
158Apnā pōtāmēl bhī dēkhnā hai - is hālat mē̃ ham ūñch pad pā sakē̃gē vā nahī̃ ?
156Look at your charts and ask yourselves: Will I be able to claim a high status in this condition?
159Kitnō̃ kō rāstā batāyā hai ?
157To how many have I shown the path?
160Kitnē andhō̃ kī lāṭhī banā hū̃ ?
158To what extent have I become a stick for the blind?
161Agar service nahī̃ kartē tō samajhnā chāhiē - ham prajā mē̃ chalē jāyēṅgē .
159If you don't do any service, you should understand that you will become part of the subjects.
162Apnī dil sē pūchhnā hai agar abhī hamārā śharīr chhūṭ jāē tō kyā pad pāyēṅgē ?
160Ask your heart: If I were to leave my body now, what status would I claim?
163Bahut baṛī mañjil hai tō khabardār rahnā chāhiē .
161The destination is very high. 162Therefore, you have to remain cautious.
164Kaī bachchē samajhtē haĩ barōbar ham tō yād hī nahī̃ kartē tō phir pōtāmēl rakhkar kyā karē̃gē .
163Some children understand that they don't really stay in remembrance, they wonder what the point of keeping a chart is.
165Uskō phir heartfail kahā jātā hai .
164That is known as becoming disheartened.
166Vah paṛhtē bhī aisā hī haĩ . 167Dhyān nahī̃ dētē .
165They study in that way too; they don't pay attention.
168Miyā miṭṭhū ban baiṭh nahī̃ jānā hai jō pichhāṛī mē̃ fail hō jāē̃ .
166Don't just sit down and consider yourselves to be very clever or you will fail at the end.
169Apnā kalyāṇ karnā hai .
167You have to benefit yourselves.
170Aim object tō sāmnē hai .
168Your aim and objective are in front of you.
171Hamkō paṛhkar yah bannā hai .
169I have to study and become this.
172Yah bhī wonder hai nā .
170This too is a wonder.
173Kaliyug mē̃ tō rājāī hai nahī̃ .
171Their kingdom is not in the iron age.
174Satyug mē̃ phir inhō̃ key|kī rājāī kahā̃ sē I|āī|eye .
172Where did their kingdom come from in the golden age?
175Sārā madār paṛhāī par hai .
173Everything depends on this study.
176Aisē nahī̃ ki dēvtāō̃ aur asurō̃ key|kī laṛāī lagī , dēvtāō̃ nē jīt kar rājya pāyā .
174It isn't that there was a war between the deities and the devils and that the deities won and gained the kingdom.
177Ab asurō̃ aur dēvtāō̃ key|kī laṛāī lag kaisē saktī .
175How could there be a war between the deities and the devils?
178Na kauravō̃ aur pāṇḍavō̃ key|kī hī laṛāī hai .
176There isn’t war between the Kauravas and the Pandavas either.
179Laṛāī kī bāt hī niṣhēdh hō jātī hai .
177The aspect of a war is meaningless.
180Pahlē tō yah batāō ki bāp kahtē haĩ - dēh K|kē sab sambandh chhōṛ apnē kō ātmā samjhō .
178First of all, tell them that the Father says: Renounce all relations of bodies and consider yourselves to be souls.
181Tum ātmā aśharīrī āī thī , ab phir vāpis jānā hai .
179You souls came bodiless and you now have to return home bodiless.
182Pavitra ātmāyē̃ hī vāpis jā sakē̃gī .
180Only pure souls can return home.
183Tamōpradhān ātmāyē̃ tō jā na sakē̃ .
181Tamopradhan souls cannot return.
184Ātmā K|kē paṅkh ṭūṭē huē haĩ .
182The wings of souls have been broken.
185Māyā nē patit banāyā hai .
183Maya has made you impure.
186Tamōpradhān hōnē kāraṇ itnā dūr hōlī|holy ( pavitra ) jagah jā nahī̃ saktē .
184Because you are tamopradhan, you cannot travel to such a distant holy place.
187Abhī tumhārī ātmā kahēgī ki ham asul paramdhām K|kē rahnē vālē haĩ .
185You souls say that you were originally residents of the supreme abode.
188Yahā̃ yah 5 tatvō̃ kā putlā liyā hai - part bajānē kē liē .
186Each of you adopted a puppet (body) of the five elements here in order to play a part.
189Martē haĩ tō kahtē haĩ svargvāsī huā .
187When someone dies, people say that he has become a resident of heaven.
190Kaun ?
188Who has?
191Vahā̃ śharīr gayā yā ātmā gaī ?
189Did the body go there or did the soul go there?
192Śharīr tō jal gayā . 193Bākī rahī ātmā .
190The body was burnt and only the soul remained.
194Vah svarg mē̃ tō jā nahī̃ saktī .
191No soul can go to heaven yet.
195Manuṣhyō̃ kō tō jisnē jō sunāyā vah kahtē rahtē haĩ .
192People simply continue to repeat what others tell them.
196Bhakti mārg vālō̃ nē bhakti hī sikhlāī hai , occupation kā kiskō patā nahī̃ hai .
193Those on the path of devotion only teach devotion. 194They don't know anyone's occupation.
197Śhiv key|kī pūjā sabsē ūñch kahtē haĩ .
195They say: The worship of Shiva is the highest.
198Ūñch tē ūñch śhiv hai , unkō hī yād karō , simraṇ karō .
196Shiva is the Highest on High. 197Therefore, remember Him alone!
199Mālā bhī dētē haĩ .
198They also give a rosary.
200Śhiv-śhiv kahtē mālā phērtē rahō .
199They tell you to say “Shiva, Shiva” and to turn the beads.
201Bigar arth|earth mālā uṭhāē śhiv-śhiv kahtē rahē̃gē .
200They pick up a rosary and continue to repeat "Shiva, Shiva" without any understanding.
202Anēk prakār key|kī śhikṣhāyē̃ gurū lōg dētē haĩ .
201Gurus give many different types of teachings. 202Here, there is just the one aspect.
203Yahā̃ tō ēk hī bāt hai - bāp khud kahtē haĩ mērē kō yād karnē sē vikarma vināśh hōṅgē .
203The Father, Himself, says: By remembering Me, your sins will be absolved.
204Śhiv-śhiv mukh sē kahnā nahī̃ hai .
204Your mouth doesn't have to repeat: “Shiva, Shiva!”
205Bāp kā nām bachchā thōṛēhī simraṇ kartā hai .
205Does a child chant the name of his father?
206Yah hai sab gupta .
206All of these matters are incognito.
207Kiskō bhī patā nahī̃ hai ki tum kyā kar rahē hō .
207No one knows what you are doing.
208Jinhōnnē kalp pahlē samjhā hōgā vahī samajhē̃gē .
208Those who understood this in the previous cycle will understand it again.
209Nayē-nayē bachchē ātē rahtē haĩ , vr̥iddhi kō pātē rahtē haĩ .
209New children continue to come and there continues to be expansion.
210Āgē chal drama kyā dikhlātā hai sō sākṣhī hōkar dēkhnā hai .
210As you progress further, you will watch as detached observers all the scenes that the drama shows you.
211Pahlē sē bābā sākṣhātkār nahī̃ karāyēṅgē ki yah-yah hōgā .
211Baba will not give you visions in advance of what is to happen in the future.
212Phir tō artificial hō jāē .
212Otherwise, that would be artificial.
213Yah baṛī samajhnē key|kī bātē̃ haĩ .
213These matters have to be very clearly understood.
214Tumkō samajh miltī hai , bhakti mārg mē̃ bēsamajh thē .
214You have now received understanding, whereas, on the path of devotion, you are senseless.
215Jāntē hō drama mē̃ bhakti key|kī bhī nūndh hai .
215You know that devotion is also fixed in the drama.
216Abhī tum bachchē samajhtē hō - ham is purānī duniyā mē̃ rahnē vālē nahī̃ haĩ .
216You children now understand that you are not going to stay in this old world.
217Student kō yah paṛhāī buddhi mē̃ rahtī hai .
217Students have their studies in their intellects.
218Tumkō bhī mukhya-mukhya points buddhi mē̃ dhāraṇ karnī haĩ .
218Your intellects also have to imbibe the main points.
219Number one bāt alpha pakkā karō tab āgē chalō .
219Only when the number one aspect of Alpha is made firm in them should you move on.
220Nahī̃ tō phāltū pūchhtē rahē̃gē .
220Otherwise, they will continue to ask useless questions.
221Bachchiyā̃ likhtī haĩ phalānē nē likhkar diyā hai ki gītā kā bhagvān śhiv hai , yah tō bilkul ṭhīk hai .
221Some children write and say: So-and-so said in writing that the God of the Gita is Shiva, and that is absolutely right.
222Bhal aisē kahtē haĩ parantu buddhi mē̃ kōī baiṭhtā thōṛēhī hai .
222Although they say this, it doesn't sit in their intellects.
223Agar samajh jāē̃ ki bāp āyā hai tō kahē aisē bāp sē ham jākar milē̃ . 224Varsā lēvē̃ .
223If they understood that the Father had come, they would say that they want to come and meet such a Father and claim their inheritance.
225Ēk kō bhī niśhchay nahī̃ baiṭhtā .
224Not a single one has that faith.
226Phaṭ sē ēk key|kī bhī chiṭṭhī nahī̃ ātī .
225Not even one person has instantly written such a letter!
227Bhal karkē likhtē bhī haĩ ki knowledge baṛī achchhī hai , parantu itnī himmat nahī̃ hōtī jō samajhē̃ vāh aisā bābā , jissē ham itnā samay dūr rahē , bhakti mārg mē̃ dhakkē khāyē , ab vah bāp viśhva kā mālik banānē āyē haĩ . 228Tō bhāg āyē .
226Although they write that this knowledge is very good, they don't have the courage to come running to such a wonderful Father from whom they have remained distant for so long, and for whom they have stumbled along on the path of devotion, and who has now come to make them into the masters of the world.
229Āgē chal nikalē̃gē .
227They will emerge later on.
230Agar bāp kō pahchānā hai , ūñch tē ūñch bhagvān hai tō unkā banō nā .
228If they have recognised that the Father is God, the Highest on High, they should belong to Him.
231Samjhānī aisī dēnī chāhiē jō kapāṭ hī khul jāē̃ .
229You should give them such an explanation that their heads open up.
232Achchhā !
230Achcha.
233Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
231To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
234Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
232The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
235Dhārṇā kē liē mukhya sār :
233Essence for dharna:
2361 ) dhandhā ādi kartē ātmā kō pāvan banānē kē liē samay nikāl yād kī mēhnat karnī hai .
2341. While doing your business, take some time out to purify your soul and make effort to stay in remembrance.
237Kōī bhī āsurī kām kabhī nahī̃ karnā hai .
235Never perform any devilish actions.
2382 ) apnā aur dūsrō̃ kā kalyāṇ karnā hai .
2362. Bring benefit to yourself and others.
239Paṛhāī paṛhnā aur paṛhānā hai , miyā miṭṭhū nahī̃ bannā hai .
237Study and teach others. 238Don't consider yourself to be too clever.
240Yād kā bal jamā karnā hai .
239Accumulate the power of remembrance.
Blessing
241Vardān : nām aur mān K|kē tyāg dvārā sarv kā pyār prāpt karnē vālē viśhva K|kē bhāgya vidhātā bhav
240Blessing: May you become a bestower of fortune for the world and receive everyone’s love by renouncing name and fame.
242Jaisē bāp kō nām rūp sē nyārā kahtē haĩ lēkin sabsē adhik nām kā gāyan bāp kā hai , vaisē hī āp bhī alpkāl K|kē nām aur mān sē nyārē banō tō sadākāl kē liē sarv K|kē pyārē svataḥ ban jāyēṅgē .
241They say that the Father is beyond name and form, and yet it is the Father’s name that is remembered the most. 242In the same way, you too have to go beyond temporary name and fame and you will automatically be loved by all for all time.
243Jō nām-mān K|kē bhikhārīpan kā tyāg kartē haĩ vah viśhva K|kē bhāgya vidhātā ban jātē haĩ .
243Those who renounce being beggars of name and fame become bestowers of fortune for the world.
244Karma kā phal tō svataḥ āpkē sāmnē sampann svarūp mē̃ āyēgā isliē alpkāl key|kī ichchhā mātram avidyā banō .
244The fruit of your karma will automatically come in front of you in its full form. 245Therefore, become those who are even ignorant of limited desires.
245Kachchā phal nahī̃ khāō , uskā tyāg karō tō bhāgya āpkē pīchhē āyēgā .
246Do not eat unripe fruit, but renounce it and fortune will then follow you.
Slogan
246Slōgan : paramātma bāp K|kē bachchē hō tō buddhi rūpī pāṅw sadā takhtnaśhīn hō .
247Slogan: You are the children of God, the Father, and so let your intellect be constantly seated on the throne.
248*** Om Shanti ***
247Avyakt iśhārē - aśharīrī va vidēhī sthiti kā abhyās baṛhāō
249Avyakt Signal: Increase the practice of the bodiless stage (ashariri and videhi).
248Kōī bhī sēvā K|kē plans banātē hō , bhalē banāō , bhalē sōchō , lēkin kyā hōgā ! 249. . . us āśhcharyavat hōkar nahī̃ . 250Vidēhī , sākṣhī ban sōchō .
250You may think of and make plans for the service that you want, but do not do this while wondering what is going to happen, but do this while being bodiless and a detached observer.
251Sōchā , plan banāyā aur second mē̃ plain|plane sthiti banātē chalō .
251Think of something, make a plan for it and then instantly make your stage plain.
252Abhī āvaśhyaktā sthiti kī hai .
252There is now a need for that stage.
253Yah vidēhī sthiti paristhiti kō bahut sahaj pār kar lēgī . 254Jaisē bādal āyē , chalē gayē .
253With your bodiless stage, you can very easily overcome all adverse situations, just as clouds come and go.
255Vidēhī , achal-aḍōl hō khēl dēkh rahē haĩ .
254Someone who is bodiless simply watches any game while being unshakeable and immovable.