शुक्रवार 28 नवंबर 2025 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

028-11-2025 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

028/11/25 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - yah bhūl-bhulaiyā kā khēl hai , tum ghaṛī-ghaṛī bāp kō bhūl jātē hō , niśhchaybuddhi banō tō is khēl mē̃ phasēṅgē nahī̃ ' '

1Essence: Sweet children, this is a game of a maze. 2You repeatedly forget the Father. 3Let your intellects have faith and you will not become trapped in this game.

Question

2Praśhna  : kayāmat K|kē samay kō dēkhtē huē tum bachchō̃ kā kartavya kyā hai  ?

4Question: While seeing the time of settlement, what is the duty of you children?

Answer

3Uttar  : tumhārā kartavya hai - apnī paṛhāī mē̃ achchhī rīti lag jānā , aur bātō̃ mē̃ nahī̃ jānā hai .

5Answer: Your duty is to keep very busy in this study and not become involved in other matters.

4Bāp tumhē̃ nayanō̃ par biṭhākar , galē kā hār banākar sāth lē jāyēṅgē .

6The Father will seat you in His eyes, make you into a garland around His neck and take you back with Him.

5Bākī tō sabkō apnā-apnā hisāb-kitāb chuktū karkē jānā hī hai .

7Everyone has to settle their accounts and return home.

6Bāp āyē haĩ sabkō apnē sāth ghar lē jānē .

8The Father has come to take everyone back home with Him.

Song

7Gīt  : dūr dēśh kā rahnē vālā …

9Song: The Resident of the faraway land has come to the foreign land.

Murli

8Ōm śhānti .

10Om shanti.

9Rūhānī bāp rūhānī bachchō̃ kō baiṭh samjhātē haĩ - bhārat khās aur duniyā ām sab viśhva mē̃ śhānti chāhtē haĩ .

11The spiritual Father sits here and explains to you spiritual children that everyone in the world in general and Bharat in particular wants peace in the world.

10Ab yah tō samajhnā chāhiē - jarūr viśhva kā mālik hī viśhva mē̃ śhānti sthāpan kartē haĩ .

12Let it be understood that only the Master of the World establishes peace in the world.

11God father kō hī pukārnā chāhiē ki ākar viśhva mē̃ śhānti phailāō .

13One should only call out to God, the Father, to spread peace in the world.

12Kiskō pukārē̃ vah bhī bichārō̃ kō patā nahī̃ hai .

14However, the poor people don't even know who it is they should be calling out to.

13Sārē viśhva key|kī bāt hai nā . 14Sārē viśhva mē̃ śhānti chāhtē haĩ .

15This refers to the whole world, they want peace in the whole world.

15Ab śhānti kā dhām tō alag hai , jahā̃ bāp aur āp ātmāyē̃ rahtī hō .

16The land of peace, where you souls and the Father reside, is separate.

16Yah bhī bēhad kā bāp hī samjhātē haĩ .

17Only the unlimited Father explains this.

17Ab is duniyā mē̃ tō ḍhēr K|kē ḍhēr manuṣhya haĩ , anēk dharm haĩ .

18There are now innumerable human beings and religions in this world.

18Kahtē haĩ - ēk dharm hō jāē tō śhānti hō .

19They say: “If there were one religion, there would be peace.”

19Sab dharm milkar ēk tō hō nahī̃ saktē .

20However, the religions can’t all be united.

20Trimūrti key|kī mahimā bhī hai .

21There is the praise of the Trimurti.

21Trimūrti K|kē chitra bahut rakhtē haĩ .

22Many also keep a picture of the Trimurti.

22Yah bhī jāntē haĩ brahmā dvārā sthāpanā .

23You know that establishment takes place through Brahma.

23Kiskī  ?

24Establishment of what?

24Sirph śhānti key|kī thōṛēhī hōgī .

25It wouldn't just be of peace.

25Śhānti aur sukh key|kī sthāpanā hōtī hai .

26There is establishment of peace and happiness.

26Is bhārat mē̃ hī 5 hazār varṣh pahlē jab inkā rājya thā tō jarūr bākī sab jīv ātmāyē̃ , jīv kō chhōṛ apnē ghar gaī hōṅgī .

27Five thousand years ago in Bharat, when it became their kingdom, all the other human beings had shed their bodies and gone home.

27Ab chāhtē haĩ ēk dharm , ēk rājya , ēk bhāṣhā .

28Now they want one religion, one kingdom and one language.

28Ab tum bachchē jāntē hō - bāp śhānti , sukh , sampatti key|kī sthāpanā kar rahē haĩ .

29You children understand that the Father is now establishing peace, happiness and prosperity.

29Ēk rājya bhī jarūr yahā̃ hī hōgā nā .

30The one kingdom will definitely exist here.

30Ēk rājya kī sthāpanā hō rahī hai - yah kōī naī bāt nahī̃ .

31Establishment of the one kingdom is taking place; this is nothing new.

31Anēk bār ēk rājya sthāpan huā hai .

32That one kingdom has been established many times before.

32Phir anēk dharmō̃ key|kī vr̥iddhi hōtē-hōtē jhāṛ baṛā hō jātā hai phir bāp kō ānā paṛtā hai .

33As the number of religions increased, the tree continues to grow and the Father then has to come.

33Ātmā hī suntī hai , paṛhtī hai , ātmā mē̃ hī saṅskār haĩ .

34It is souls that listen and study; the sanskars are in souls.

34Ham ātmā bhinn-bhinn śharīr dhāraṇ kartī haĩ .

35I, a soul, adopt different bodies.

35Bachchō̃ kō is niśhchay buddhi hōnē mē̃ bhī baṛī mēhnat lagtī hai .

36It takes you children a lot of effort for your intellects even to develop this faith.

36Kahtē haĩ bābā ghaṛī-ghaṛī bhūl jātē haĩ .

37You say: “Baba, we forget this again and again.”

37Bāp samjhātē haĩ - yah khēl bhūl-bhulaiyā kā hai .

38The Father explains: This is a game of a maze.

38Ismē̃ tum jaisē phans gayē hō , patā nahī̃ hai ham apnē ghar athavā rājdhānī mē̃ kaisē jāyēṅgē .

39It is as though you have become trapped in this. 40You don't know how you can go back home or to your kingdom.

39Ab bāp nē samjhāyā hai āgē kuchh nahī̃ jāntē thē .

41The Father has now explained it to you, but you previously didn't know anything.

40Ātmā kitnī pattharbuddhi ban jātī hai .

42The intellects of souls have become like stone.

41Pattharbuddhi aur pārasbuddhi kā bhārat mē̃ hī gāyan hai .

43Stone intellects and divine intellects are remembered in Bharat.

42Pattharbuddhi rājāyē̃ aur pārasbuddhi rājāyē̃ yahā̃ hī haĩ .

44It is here that kings with stone intellects and kings with divine intellects exist.

43Pāras-nāth kā mandir bhī hai .

45There is also the temple to the Lord of Divinity.

44Abhī tum jāntē hō ham ātmāyē̃ kahā̃ sē āī haĩ part bajānē .

46You souls now understand where you came from to play your parts.

45Āgē tō kuchh bhī nahī̃ jāntē thē .

47Previously, you didn't know anything.

46Inkō kahtē haĩ kāṇṭō̃ kā jaṅgal .

48This world is called a forest of thorns.

47Yah sārī duniyā kāṇṭō̃ kā jaṅgal haĩ .

49The whole world is a forest of thorns.

48Phūlō̃ K|kē bagīchē kō āg lagī , aisā kabhī sunā nahī̃ hōgā .

50You have never heard of fire breaking out in a garden of flowers.

49Hamēśhā jaṅgal kō āg lagtī hai .

51It is always a forest that catches fire.

50Yah bhī jaṅgal hai , inkō āg lagnī hai jarūr .

52This too is a forest; it is definitely going to be set ablaze.

51Bhambhōr kō āg lagnī hai .

53The haystack is going to be set ablaze.

52Is sārī duniyā kō hī bhambhōr kahā jātā hai .

54This whole world is called a haystack.

53Abhī tum bachchō̃ nē bāp kō jān liyā hai . 54Sammukh baiṭhē hō .

55You children now know the Father and you are sitting personally in front of Him.

55Jō gātē thē tumhī̃ sē baiṭhū̃ . . . . . . 56Vah sab kuchh hō rahā hai .

56You used to sing: ‘I will only sit with You…’ All of that is now taking place.

57Bhagvānuvāch tō jarūr paṛhē̃gē nā .

57You are definitely studying the versions of God.

58Bhagvānuvāch bachchō̃ prati hī hōgā nā .

58God only speaks to you children.

59Tum jāntē hō bhagvān paṛhātē haĩ .

59You know that God is teaching you.

60Bhagvān kaun hai  ?

60Who is God?

61Nirākār śhiv kō hī kahē̃gē .

61Incorporeal Shiva is called God.

62Bhagvān śhiv key|kī pūjā bhī yahā̃ hōtī hai .

62God Shiva is worshipped here.

63Satyug mē̃ pūjā ādi nahī̃ hōtī .

63Worshipping doesn't take place in the golden age.

64Yād bhī nahī̃ kartē .

64They don't even remember Him there.

65Bhaktō̃ kō satyug key|kī rājdhānī kā phal miltā hai .

65Devotees receive the kingdom of the golden age as the fruit of their devotion.

66Tum samajhtē hō hamnē sabsē jāstī bhakti kī hai isliē ham hī pahlē-pahlē bāp kē pās āyē haĩ .

66You understand that you have performed the most devotion and this is why you are the first ones to have come to the Father.

67Phir ham hī rājdhānī mē̃ āyēṅgē .

67You will then go to the kingdom.

68Tō bachchō̃ kō pūrā puruṣhārth karnā chāhiē - naī duniyā mē̃ ūñch pad pānē .

68You children have to make full effort to claim a high status in the new world.

69Bachchō̃ key|kī dil hōtī hai ab ham jaldī nayē ghar mē̃ jāyē̃ .

69You children desire to go to the new home quickly.

70Śhurū mē̃ hī nayā ghar hōgā phir purānā hōtā jāyēgā .

70Only at the beginning is a home new; it then continues to grow older.

71Ghar mē̃ bachchō̃ key|kī vr̥iddhi hōtī jāyēgī .

71The number of children in a home continues to grow.

72Putra , pōtrē , par-pōtrē vah tō purānē ghar mē̃ āyēṅgē nā .

72Children and grandchildren etc. will be in an old home.

73Kahē̃gē hamārē dādā , par-dādā kā yah makān hai .

73They would say: This home belongs to our grandfather or great grandfather.

74Pīchhē ānē vālē bhī bahut hōtē haĩ nā .

74There are many who will come later.

75Jitnā jōr sē puruṣhārth karē̃gē tō pahlē nayē ghar mē̃ āyēṅgē .

75The more intense the efforts you make, the earlier you will go to your new home.

76Puruṣhārth key|kī yukti bāp bahut sahaj samjhātē haĩ .

76The Father explains very easy ways that you can make effort.

77Bhakti mē̃ bhī puruṣhārth kartē haĩ nā .

77They also make effort in devotion.

78Bahut bhakti karnē vālō̃ kā nām bālā hōtā hai . 79Kaī bhaktō̃ key|kī stamp bhī nikāltē haĩ .

78The names of those who do a lot of devotion are glorified; they even have stamps made of some devotees.

80Gyān key|kī mālā kā tō kōī kō patā nahī̃ hai .

79No one knows about the rosary of this knowledge.

81Pahlē hai gyān , pīchhē hai bhakti .

80First, there is knowledge and then there is devotion.

82Yah tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ hai . 83Ādhā samay hai gyān - satyug-trētā .

81It is now in the intellects of you children that there is this knowledge for half the time, which means for the golden and silver ages.

84Abhī tum bachchē knowledgeful bantē jātē hō .

82You children are now becoming knowledge-full.

85Teacher sadaiv full knowledge vālē hōtē haĩ .

83A teacher always has full knowledge.

86Student mē̃ number-vār marks uṭhātē haĩ .

84Students receive marks, numberwise.

87Yah hai bēhad kā teacher .

85That One is the unlimited Teacher.

88Tum hō bēhad K|kē student , student tō number-vār hī pās|pass hōṅgē . 89Jaisē kalp pahlē huē haĩ .

86You are unlimited students. 87You students will pass, numberwise, just as you passed in the previous cycle.

90Bāp samjhātē haĩ tumnē hī 84 janma liē haĩ .

88The Father explains that you are the ones who have taken 84 births.

9184 janmō̃ mē̃ 84 teacher hōtē haĩ .

89Over 84 births you have had 84 teachers.

92Punarjanma tō jarūr lēnā hī hai .

90You definitely have to take rebirth.

93Pahlē jarūr satōpradhān duniyā hōtī hai phir purānī tamōpradhān duniyā hōtī hai .

91At first, the world is definitely satopradhan and it then becomes old and tamopradhan.

94Manuṣhya bhī tamōpradhān hōṅgē nā .

92Human beings also become tamopradhan.

95Jhāṛ bhī pahlē nayā satōpradhān hōtā hai .

93At first, the tree is new and satopradhan.

96Nayē pattē bahut achchhē-achchhē hōtē haĩ .

94New leaves are very good.

97Yah tō bēhad kā jhāṛ hai .

95This is an unlimited tree.

98Ḍhēr dharm haĩ .

96There are many religions.

99Tumhārī buddhi ab bēhad taraph jāyēgī .

97Your intellects now have to go into the unlimited.

100Kitnā baṛā jhāṛ hai .

98The tree is so big.

101Pahlē-pahlē ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm hī hōgā . 102Phir variety dharm āyēṅgē .

99First of all, there is the original, eternal, deity religion, and then the variety of religions come.

103Tumnē hī 84 variety janma liē haĩ .

100You have taken a variety of 84 births.

104Vah bhī avināśhī haĩ .

101That too is imperishable.

105Tum jāntē hō kalp-kalp 84 kā chakra ham phirtē rahtē haĩ .

102You know that you go around the cycle of 84 births every cycle.

10684 K|kē chakra mē̃ ham hī ātē haĩ .

103You alone are the ones who go around the cycle of 84 births.

10784 lākh janm kōī manuṣhya key|kī ātmā nahī̃ lētī hai .

104No human soul takes 8.4 million births.

108Vah tō variety jānvar ādi ḍhēr haĩ .

105There are many varieties of animal, etc.

109Unkī kōī gintī bhī nahī̃ kar saktē .

106No one could even count them.

110Manuṣhya key|kī ātmā nē 84 janma liē haĩ .

107The human soul takes 84 births.

111Tō yah part bajātē-bajātē ēkdam jaisē ṭāyarḍa hō gayē haĩ .

108You have now become completely tired from playing your parts.

112Duḥkhī ban gayē haĩ .

109You have become unhappy.

113Sīṛhī utartē satōpradhān sē tamōpradhān ban gayē haĩ .

110While coming down the ladder, you have become tamopradhan from satopradhan.

114Bāp phir tamōpradhān sē satōpradhān banātē haĩ .

111From tamopradhan the Father makes you satopradhan again.

115Bāp kahtē haĩ - maĩ tamōpradhān śharīr tamōpradhān duniyā mē̃ āyā hū̃ .

112The Father says: I come into the tamopradhan world and into a tamopradhan body.

116Ab sārī duniyā tamōpradhān hai .

113The whole world is now tamopradhan.

117Manuṣhya tō aisē kah dētē haĩ - sārē viśhva mē̃ śhānti kaisē hō .

114Human beings ask how there can be peace in the whole world.

118Samajhtē nahī̃ ki viśhva mē̃ śhānti kab thī .

115They don't know when there was peace in the world.

119Bāp kahtē haĩ tumhārē ghar mē̃ tō chitra rakhē haĩ nā .

116The Father says: You have the pictures in your home.

120Inkā rājya thā - tō sārē viśhva mē̃ śhānti thī , unkō svarg kahā jātā hai .

117There was peace in the whole world when it was their kingdom. 118That is called heaven.

121Naī duniyā kō hī heaven golden age kahā jātā hai .

119The new world is called heaven, the golden age.

122Abhī yē purānī duniyā badalnī hai .

120This old world now has to change.

123Vah rājdhānī sthāpan hō rahī hai .

121The kingdom is being established.

124Viśhva mē̃ rājya tō inkā hī thā .

122It was only their kingdom in the whole world.

125Lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē mandir mē̃ bahut manuṣhya jātē haĩ .

123Many people go to the Lakshmi and Narayan Temple.

126Yah thōṛēhī kiskī buddhi mē̃ hai ki yahī bhārat K|kē mālik thē - inkē rājya mē̃ jarūr sukh-śhānti thī .

124It doesn't enter their intellects that they were the masters of this Bharat, that there really was peace and happiness in their kingdom.

1275 hajār varṣh key|kī bāt hai - jab inkā rājya thā .

125It is a matter of 5000 years ago when their kingdom came into existence.

128Ādhākalp kē bād purānī duniyā kahā jātā hai isliē dhandhē vālē svāstikā rakhtē haĩ chaupṛē mē̃ .

126After half the cycle, the world is said to be old. 127Businessmen have a swastika on their account books.

129Unkā bhī arth|earth hai nā .

128That too has a meaning.

130Vah tō gaṇēśh kah dētē haĩ .

129They simply call it Ganesh.

131Gaṇēśh kō phir vighna vināśhak dēvtā samajhtē haĩ .

130They consider Ganesh to be a deity, the destroyer of obstacles.

132Svāstikā mē̃ pūrē 4 bhāg hōtē haĩ .

131The swastika has four equal parts.

133Yah sab hai bhaktimārg .

132All of that belongs to the path of devotion.

134Abhī dīpāvalī manātē haĩ , vāstav mē̃ sachchī-sachchī dīvālī yād kī yātrā hī hai jissē ātmā key|kī jyōti 21 janmō̃ kē liē jag jātī hai .

133People celebrate Deepawali (festival of lights). 134In fact, the true Diwali is the pilgrimage of remembrance through which the lights of you souls are ignited for 21 births.

135Bahut kamāī hōtī hai .

135You earn a great income.

136Tum bachchō̃ kō bahut khuśhī hōnī chāhiē .

136You children should have a great deal of happiness.

137Abhī tumhārā nayā khātā śhurū hōtā hai - naī duniyā kē liē .

137This is your new account for the new world.

13821 janmō̃ kē liē khātā abhī jamā karnā hai .

138You now have to accumulate an income for 21 births.

139Ab bāp bachchō̃ kō samjhātē haĩ , apnē kō ātmā samajh sun rahē hō .

139The Father is explaining this to you children. 140Are you listening now while considering yourselves to be souls?

140Ātmā samajh sunē̃gē tō khuśhī bhī rahēgī .

141If you listen while considering yourselves to be souls, you experience happiness.

141Bāp hamkō paṛhātē haĩ .

142The Father is teaching us.

142Bhagvānuvāch bhī hai nā .

143These are the versions of God.

143Bhagvān tō ēk hī hōtā hai .

144God is only one.

144Jarūr vah ākar śharīr lētā hōgā , tab bhagvānuvāch kahā jātā hai .

145He definitely comes and takes a body, because only then can there be the versions of God.

145Yah bhī kiskō patā nahī̃ hai tab nētī-nētī kartē āyē haĩ .

146No one knows this and that is why people have been saying "Neti, neti" (neither this nor that).

146Kahtē bhī haĩ vah parampitā paramātmā hai .

147They say that He is the Supreme Father, the Supreme soul.

147Phir kah dētē - ham nahī̃ jāntē .

148Then they say that they do not know Him.

148Kahtē bhī haĩ śhivbābā , brahmā kō bhī bābā kahtē haĩ .

149They call Shiva “Baba” and they also call Brahma “Baba.”

149Viṣhṇu kō kabhī bābā nahī̃ kahē̃gē .

150They never call Vishnu “Baba.”

150Prajāpitā tō bābā ṭhaharā|ṭhahrā nā .

151Prajapita is also Baba.

151Tum hō be|B . K|kē . , prajāpitā nām na hōnē sē samajhtē nahī̃ haĩ .

152You are BKs. 153When you don’t use the title “Prajapita” they don't understand.

152Itnē ḍhēr be|B . K|kē . haĩ tō jarūr prajāpitā hī hōgā isliē prajāpitā akṣhar jarūr ḍālō .

154There are so many BKs, and so there must also surely be Prajapita. 155This is why you must definitely write the word “Prajapita”.

153Tō samajhē̃gē prajāpitā tō hamārā hī bāp ṭhaharā|ṭhahrā .

156They will then understand that Prajapita is their father.

154Naī sr̥iṣhṭi jarūr prajāpitā dvārā hī rachī jātī hai .

157The new world is definitely created through Prajapita.

155Ham ātmāyē̃ bhāī haĩ phir śharīr dhāraṇ kar bhāī-bahan hō jātē .

158We souls are first brothers. 159Then, when we adopt bodies, we become brothers and sisters.

156Bāp K|kē bachchē tō avināśhī haĩ phir sākār mē̃ bahan-bhāī chāhiē .

160The children of the Father are imperishable souls. 161Then, in the corporeal form, we are brothers and sisters.

157Tō nām hai prajāpitā brahmā .

162This is why there is the name Prajapita Brahma.

158Parantu brahmā kō kōī ham yād nahī̃ kartē .

163However, we do not remember Brahma.

159Yād laukik kō kartē aur pārlaukik kō kartē haĩ .

164Only worldly fathers and the Father from beyond the world are remembered.

160Prajāpitā brahmā kō kōī yād nahī̃ kartē .

165No one remembers Prajapita Brahma.

161Duḥkh mē̃ bāp kā simraṇ kartē haĩ , brahmā kā nahī̃ .

166At a time of sorrow people remember the Father, not Brahma.

162Kahē̃gē hē bhagvān .

167They say: “Oh God!”

163Hē brahmā nahī̃ kahē̃gē .

168They never say: “Oh Brahma!”

164Sukh mē̃ tō kisī kō bhī yād nahī̃ kartē haĩ .

169In times of happiness, they don't remember anyone.

165Vahā̃ sukh hī sukh hai .

170There, there is nothing but happiness.

166Yah bhī kiskō patā nahī̃ hai .

171No one knows this.

167Tum jāntē hō is samay haĩ 3 bāp .

172You know that you have three fathers at this time.

168Bhaktimārg mē̃ laukik aur pārlaukik bāp kō yād kartē haĩ .

173On the path of devotion, they remember their worldly fathers and the Father from beyond.

169Satyug mē̃ sirph laukik kō yād kartē haĩ .

174In the golden age, they only remember their worldly fathers.

170Saṅgam par tīnō̃ kō yād kartē haĩ .

175At the confluence age, you remember all three fathers.

171Laukik bhī hai parantu jāntē haĩ vah hai had kā bāp .

176You too have worldly fathers but you understand that they are limited fathers.

172Unsē had kā varsā miltā hai .

177You receive limited inheritances from them.

173Abhī hamkō bēhad kā bāp milā hai jissē bēhad kā varsā miltā hai .

178We have now found the unlimited Father from whom we receive the unlimited inheritance.

174Yah samajh key|kī bāt hai .

179This is something to be understood.

175Ab bēhad kā bāp āyē haĩ brahmā K|kē tan mē̃ - ham bachchō̃ kō bēhad kā sukh dēnē .

180The unlimited Father has now entered the body of Brahma in order to give you children unlimited happiness.

176Unkā bannē sē ham bēhad kā varsā pātē haĩ .

181By belonging to Him, you receive an unlimited inheritance.

177Yah jaisē dādē kā varsā miltā hai - brahmā dvārā , vah kahtē haĩ varsā tumkō maĩ dētā hū̃ .

182This is like receiving your Grandfather’s inheritance through Brahma. 183He says: I give you your inheritance.

178Paṛhātā maĩ hū̃ .

184I teach you.

179Gyān mērē pās|pass hai .

185I have this knowledge.

180Bākī na manuṣhyō̃ mē̃ gyān hai , na dēvtāō̃ mē̃ .

186Neither human beings nor deities have this knowledge.

181Gyān hai mērē mē̃ . 182Jō maĩ tum bachchō̃ kō dētā hū̃ .

187I give the knowledge that I have in Me to you children.

183Yah hai rūhānī gyān .

188This is spiritual knowledge.

184Tum jāntē hō rūhānī bāp dvārā hamkō yah pad miltā hai .

189You know that you receive a status from the spiritual Father.

185Aisē-aisē vichār sāgar manthan karnā chāhiē .

190Churn the ocean of this knowledge in this way.

186Gāyan hai man K|kē jītē jīt , man sē hārē hār . . . vāstav mē̃ kahnā chāhiē - māyā par jīt kyōṅki man kō tō jītā nahī̃ jātā .

191It is remembered: “Those who conquer their minds conquer everything, whereas those who are defeated by their minds are defeated by everything.” 192In fact, “Those who conquer Maya…” should be said, because the mind cannot be conquered.

187Manuṣhya kahtē haĩ man key|kī śhānti kaisē hō  ?

193Human beings ask: “How can there be peace of mind?”

188Bāp kahtē haĩ ātmā kaisē kahēgī ki man key|kī śhānti chāhiē .

194The Father asks: How can a soul say that he wants peace of mind?

189Ātmā tō hai hī śhāntidhām mē̃ rahnē vālī .

195Souls are themselves residents of the land of peace.

190Ātmā jab śharīr mē̃ ātī hai tab kārya karnē lag paṛtī hai .

196It is when a soul enters a body that he begins to act.

191Bāp kahtē haĩ tum ab svadharm mē̃ ṭikō , apnē kō ātmā samjhō .

197The Father says: Now stabilise yourselves in your original religion. 198Consider yourselves to be souls.

192Ātmā kā svadharm hai śhānt .

199The original religion of souls is peace.

193Bākī śhānti kahā̃ sē ḍhūṇḍhēgī .

200Where else would you find peace?

194Is par rānī kā bhī dr̥iṣhṭānt hai hār kā .

201The example of the queen’s necklace is based on this.

195Sannyāsī dr̥iṣhṭānt dētē haĩ aur phir khud jaṅgal mē̃ jākar śhānti ḍhūṇḍhtē haĩ .

202Sannyasis give this example and then they themselves go into a forest to seek peace.

196Bāp kahtē haĩ ki tum ātmā kā dharm hī śhānti hai .

203The Father says: The religion of you souls is peace.

197Śhāntidhām tumhārā ghar hai , jahā̃ sē part bajānē tum ātē hō .

204The land of peace, from where you came to play your parts, is your home.

198Śharīr sē phir karma karnā paṛtā hai .

205You have to act through bodies.

199Śharīr sē alag hōnē sē sannāṭā hō jātā hai .

206When you become detached from your body, there is dead silence.

200Ātmā nē jākar dūsrā śharīr liyā phir chintā kyō̃ karnī chāhiē .

207A soul takes another body, and so why should you worry about anything?

201Vāpis thōṛēhī āyēgī .

208That soul is not going to come back again.

202Parantu mōh satātā hai .

209However, attachment harasses you.

203Vahā̃ tumkō mōh nahī̃ satāyēgā .

210There, attachment will not harass you.

204Vahā̃ 5 vikār hōtē nahī̃ .

211The five vices don't exist there.

205Rāvaṇrājya hī nahī̃ .

212There is no kingdom of Ravan there.

206Vah hai rāmrājya .

213That is the kingdom of Rama.

207Hamēśhā rāvaṇ rājya hō tō phir manuṣhya thak jāē̃ .

214If it were constantly the kingdom of Ravan, people would become tired.

208Kabhī sukh dēkh na sakē̃ .

215They would never be able to experience happiness.

209Abhī tum āstik banē hō aur trikāldarśhī bhī banē hō .

216You have now become theists. 217You are also trikaldarshi.

210Manuṣhya bāp kō nahī̃ jāntē isliē nāstik kahā jātā hai .

218Human beings don't know the Father and this is why they are called atheists.

211Abhī tum bachchē jāntē hō yah śhāstra ādi jō past hō chukē haĩ , yah sab hai bhakti mārg .

219You children now understand that the scriptures from the past all belong to the path of devotion.

212Abhī tum hō gyān mārg mē̃ .

220You are now on the path of this knowledge.

213Bāp tum bachchō̃ kō kitnā pyār sē nayanō̃ par biṭhākar lē jātē haĩ .

221The Father seats you in His eyes and takes you back home with Him with so much love.

214Galē kā hār banāē sabkō lē jātā hū̃ .

222He says: I make you all into the garland around My neck and take you back.

215Pukārtē bhī sab haĩ .

223Everyone calls out to Him.

216Jō kām chitā par baiṭh kālē hō gayē haĩ unkō gyān chitā par biṭhāē , hisāb-kitāb chuktū karāē vāpis lē jātē haĩ .

224He makes those who have become ugly by sitting on the pyre of lust sit on the pyre of this knowledge. 225He makes them settle their accounts and takes them back home.

217Ab tumhārā kām hai paṛhnē sē , aur bātō̃ mē̃ kyō̃ jānā chāhiē .

226Your duty now is to study. 227Why should you become involved in other matters?

218Kaisē marē̃gē , kyā hōgā . . . . . . in bātō̃ mē̃ ham kyō̃ jāyē̃ .

228“How will people die? 229What will happen?” 230Why should you become involved in any of that?

219Yah tō kayāmat kā samay hai , sab hisāb-kitāb chuktū kar vāpis chalē jāyēṅgē .

231This is the time of settlement. 232Everyone will settle their accounts and return home.

220Yah bēhad K|kē drama kā rāz tum bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ hai , aur kōī nahī̃ jāntē .

233You children have the secret of this unlimited drama in your intellects; no one else has this.

221Bachchē jāntē haĩ ham bābā kē pās kalp-kalp ātē haĩ , bēhad kā varsā lēnē .

234You children know that you come to Baba every cycle to claim your unlimited inheritance.

222Ham jīv key|kī ātmāyē̃ haĩ .

235We are living beings.

223Bābā nē bhī dēh mē̃ ākar pravēśh kiyā hai .

236The Father has come and entered a body.

224Bāp kahtē haĩ maĩ sādhāraṇ tan mē̃ ātā hū̃ , inkō bhī baiṭh samjhātā hū̃ ki tum apnē janmō̃ kō nahī̃ jāntē hō .

237The Father says: I enter this ordinary body; I sit here and explain to him that he doesn’t know his own births.

225Aur kōī aisē kah na sakē ki bachchō̃ , dēhī-abhimānī banō , bāp kō yād karō .

238No one else can say: Children, become soul conscious and remember the Father!

226Achchhā  !

239Achcha.

227Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

240To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

228Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

241The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

229Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

242Essence for dharna:

2301 ) yād kī yātrā mē̃ rahkar sachchī-sachchī dīpāvalī rōj manānī hai .

2431. Stay on the pilgrimage of remembrance and celebrate the true Deepawali every day.

231Apnā nayā khātā 21 janmō̃ kē liē jamā karnā hai .

244You have to accumulate an income for 21 births in your new account.

2322 ) drama K|kē rāz kō buddhi mē̃ rakh paṛhāī K|kē sivāē aur kisī bhī bāt mē̃ nahī̃ jānā hai .

2452. Keep the secret of the drama in your intellect and don't become involved in anything other than this study.

233Sab hisāb-kitāb chuktū karnē haĩ .

246Settle all your karmic accounts.

Blessing

234Vardān  : rūhāniyat key|kī sthiti dvārā vyarth bātō̃ kā stock khatm karnē vālē khuśhī K|kē khajānē sē sampann bhav

247Blessing: May you be full of the treasure of happiness and finish your stock of anything wasteful with your stage of spirituality.

235Rūhāniyat key|kī sthiti dvārā vyarth bātō̃ K|kē stock kō samāpt karō , nahī̃ tō ēk dō K|kē avguṇō̃ kā varṇan kartē bīmārī K|kē jarmas vāyumaṇḍal mē̃ phailātē rahē̃gē , issē vātāvaraṇ powerful nahī̃ banēgā .

248With your stage of spirituality, finish your stock of anything wasteful. 249Otherwise, by talking about the weaknesses of one another, you will continue to spread the germs of that illness into the atmosphere. 250Then, by doing that, the atmosphere will not become powerful.

236Āpkē pās|pass anēk bhāvō̃ sē anēk ātmāyē̃ āyēṅgī lēkin āpkī taraph sē śhubh bhāvnā key|kī bātē̃ hī lē jāē̃ .

251Many souls will come to you with many types of feelings, but let them go away with only something filled with good wishes.

237Yah tab hōgā jab svayã kē pās khuśhī key|kī bātō̃ kā stock jamā hōgā .

252This will only be possible when you have accumulated a stock of happy things.

238Yadi dil mē̃ kisī kē prati kōī vyarth bātē̃ hōgī tō jahā̃ bātē̃ haĩ vahā̃ bāp nahī̃ , pāp hai .

253If you have anything wasteful for someone in your heart, then where there are those matters, the Father will not be there, but there will be sin.

Slogan

239Slōgan  : smr̥iti kā switch on hō tō mood off hō nahī̃ saktī .

254Slogan: When you switch your awareness on, you cannot have an off mood.

255*** Om Shanti ***

240Avyakt iśhārē - aśharīrī va vidēhī sthiti kā abhyās baṛhāō

256Avyakt Signal: Increase the practice of the bodiless stage (ashariri and videhi).

241Jitnā jō busy hai , utnā hī uskō bīch-bīch mē̃ yah abhyās karnā jarūrī hai , phir sēvā mē̃ jō kabhī-kabhī thakāvaṭ hōtī hai , kabhī kuchh na kuchh āpas mē̃ halchal hō jātī hai , vah nahī̃ hōgā .

257To the extent that you are busy, it is just as essential for you to practise being bodiless every now and then. 258The tiredness that you have from doing service or any upheaval with one another will not then take place.

242Ēk second mē̃ nyārē hōnē kā abhyās hōgā tō kōī bhī bāt huī ēk second mē̃ apnē abhyās sē in bātō̃ sē dūr hō jāyēṅgē .

259If you practise becoming detached in a second, then, when anything happens, because of that practice you will be able to go beyond whatever has happened in a second.

243Sōchā aur huā .

260As soon as you think about it, it will happen.

244Yuddha nahī̃ karnī paṛēgī .

261You will not have to battle.