शनिवार 20 दिसंबर 2025 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

020-12-2025 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

020/12/25 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - satgurū āyā hai tumhārī ūñchī takdīr banānē tō tumhārī chalan bahut-bahut royal hōnī chāhiē ' '

1Essence: Sweet children, the Satguru has come to make your fortune elevated. 2Therefore, let your behaviour be very, very royal.

Question

2Praśhna  : drama kā kaun sā plan banā huā hai isliē kisī kō dōṣh nahī̃ dē saktē haĩ  ?

3Question: What plan for which no one can be blamed is created in the drama?

Answer

3Uttar  : drama mē̃ is purānī duniyā K|kē vināśh kā plan banā huā hai , ismē̃ kōī kā dōṣh nahī̃ hai .

4Answer: The plan for the destruction of this old world is created in the drama. 5No one can be blamed for it.

4Is samay iskē vināśh kē liē prakr̥iti kō jōr sē gussā āyā hai .

6At this time, the elements have forceful anger for the purpose of destruction.

5Chārō̃ ōr earthquake hōgī , makān girē̃gē , flood āyēgī , akāl paṛēgā isliē bāp kahtē haĩ bachchē ab is purānī duniyā sē tum apnā buddhiyōg nikāl dō , satgurū key|kī śhrīmat par chalō .

7There will be earthquakes everywhere, buildings will fall and there will be floods and famine. 8This is why the Father says: Children, now remove your intellects’ yoga from this old world. 9Follow the shrimat of the Satguru.

6Jītē jī dēh kā bhān chhōṛ apnē kō ātmā samajh bāp kō yād karnē kā puruṣhārth kartē rahō .

10Renounce the consciousness of bodies while alive, consider yourselves to be souls and continue to make effort to remember the Father.

Song

7Gīt  : hamē̃ un rāhō̃ par chalnā hai …

11Song: We have to follow the path where we also have to be careful not to fall.

Murli

8Ōm śhānti .

12Om shanti.

9Kin rāhō̃ par chalnā hai  ?

13Which path do you have to follow?

10Gurū kī rāh par chalnā hai .

14You have to follow the path of the Guru.

11Yah kaun sā gurū hai  ?

15Which Guru is that?

12Uṭhtē-baiṭhtē manuṣhyō̃ K|kē mukh sē nikal jātā hai vāh gurū .

16While sitting or walking around, the words emerge from the lips of human beings: “Wah Guru!”

13Gurū tō anēk haĩ .

17There are many gurus.

14Vāh gurū kiskō kahē̃gē  ?

18To whom would you say “Wah Guru!”?

15Kiskī mahimā gāyēṅgē  ?

19Whose praise would you sing?

16Satgurū ēk hī bāp hai .

20Only the one Father is the Satguru.

17Bhakti mārg K|kē ḍhēr gurū haĩ .

21There are many gurus on the path of devotion.

18Kōī kiskī mahimā kartē , kōī kiskī mahimā kartē haĩ .

22Some praise one and others praise another.

19Bachchō̃ key|kī buddhi mē̃ hai sachchā satgurū vō ēk hai , jiskī hī vāh-vāh mānī jātī hai .

23It is in the intellects of you children that the true Satguru is the One who is praised.

20Sachchā satgurū hai tō jarūr jhūṭhē bhī hōṅgē .

24Since there is the true Satguru, there must also be false ones.

21Sach hōtā hai saṅgam par .

25The true One exists at the confluence age.

22Bhakti mārg mē̃ bhī sach key|kī mahimā gātē haĩ .

26On the path of devotion too, people praise the One called the Truth.

23Ūñch tē ūñch bāp hī sachchā hai , jō hī liberator , guide bhī bantā hai .

27Only the highest-on-high Father is the Truth who also becomes the Liberator and the Guide.

24Ājkal K|kē gurū lōg tō gaṅgā snān par vā tīrthō̃ par lē jānē K|kē guide bantē haĩ .

28Gurus nowadays become guides to take you to bathe in the Ganges and to go on pilgrimages.

25Yah satgurū tō aisā nahī̃ hai .

29This Satguru is not like that.

26Jiskō sabhī yād kartē haĩ - hē patit-pāvan āō .

30Everyone remembers this Satguru and calls out, “O Purifier, come!”

27Patit-pāvan , satgurū kō hī kahā jātā hai .

31Only the Satguru is called the Purifier.

28Vahī pāvan banā saktē haĩ .

32Only He can purify souls.

29Vō gurū lōg pāvan banā na sakē̃ .

33Those gurus cannot purify anyone.

30Vah kōī aisē nahī̃ kahtē ki māmēkam yād karō .

34They do not say: Constantly remember Me alone!

31Bhal gītā bhī paṛhtē haĩ parantu arth|earth kā patā bilkul nahī̃ hai .

35Although people study the Gita, they don’t understand the meaning of it at all.

32Agar samajhtē satgurū ēk hai tō apnē kō gurū nahī̃ kahlātē .

36If they were to understand that only the One is the Satguru, they would not call themselves gurus.

33Ḍrāmānusār bhakti mārg key|kī department hī alag hai jismē̃ anēk gurū , anēk bhakta haĩ .

37According to the drama, the department of the path of devotion is completely separate. 38There are many gurus and many devotees on that path.

34Yah tō ēk hī hai .

39Here, there is only this One.

35Phir yah dēvī-dēvtāyē̃ pahlē number mē̃ ātē haĩ . 36Abhī last mē̃ haĩ .

40These deities were the first number and now they are in the last number.

37Bāp ākar inhō̃ kō satyug key|kī bādśhāhī dētē haĩ .

41The Father comes and gives them the sovereignty of heaven.

38Tō aur sabkō automatically vāpis jānā hai , isliē sarv kā sadgati dātā ēk kahā jātā hai .

42Therefore, all others automatically have to return home. 43This is why the Bestower of Salvation for all is said to be One.

39Tum samajhtē hō kalp-kalp saṅgam par hī dēvī-dēvtā dharm key|kī sthāpanā hōtī hai .

44You understand that the deity religion is established every cycle at the confluence age.

40Tum puruṣhōttam bantē hō .

45You become the most elevated beings.

41Bākī aur kōī kām nahī̃ kartē .

46You don’t do anything else.

42Gāyā bhī jātā hai gati-sadgati dātā ēk hai .

47It is remembered that the Bestower of Liberation and Salvation is only one.

43Yah bāp key|kī hī mahimā hai .

48This is the praise of the Father alone.

44Gati-sadgati saṅgam par hī miltī hai .

49Only at the confluence age are liberation and salvation received.

45Satyug mē̃ tō hai ēk dharm .

50In the golden age, there is just one religion.

46Yah bhī samajh key|kī bāt hai nā .

51This too is something that has to be understood.

47Parantu yah buddhi dēvē kaun  ?

52However, who would give you this wisdom?

48Tum samajhtē hō bāp hī ākar yukti batātē haĩ .

53You understand that only the Father comes and shows you the way.

49Śhrīmat dētē haĩ kiskō  ?

54Whom does He give shrimat to?

50Ātmāō̃ kō .

55To souls.

51Vah bāp bhī hai , satgurū bhī hai , teacher bhī hai .

56He is the Father, the Teacher and also the Satguru.

52Gyān sikhlātē haĩ nā .

57He teaches you this knowledge.

53Bākī sab gurū bhakti hī sikhlātē haĩ .

58All other gurus only teach devotion.

54Bāp K|kē gyān sē tumhārī sadgati hōtī hai . 55Phir is purānī duniyā sē chalē jātē haĩ .

59You receive salvation from the Father through this knowledge and you then leave this old world.

56Tumhārā yah bēhad kā sannyās bhī hai .

60This is also your unlimited renunciation.

57Bāp nē samjhāyā hai abhī 84 janmō̃ kā chakra tumhārā pūrā huā hai .

61The Father has explained that your cycle of 84 births is now coming to an end.

58Ab yah duniyā khatm hōnī hai .

62This world is now about to end.

59Jaisē kōī bīmār serious hōtā hai tō kahē̃gē ab yah tō jānē vālā hai , uskō yād kyā karē̃gē .

63When a person is seriously ill, they say: He is about to die, so what’s the use of remembering him?

60Śharīr khatm hō jāyēgā . 61Bākī ātmā tō jākar dūsrā śharīr lētī hai .

64That body will be destroyed and the soul will go and take another body.

62Ummīd ṭūṭ jātī hai .

65All hope is lost.

63Baṅgāl mē̃ tō jab dēkhtē haĩ ummīd nahī̃ hai tō gaṅgā par jākar ḍubōtē haĩ ki prāṇ nikal jāyē̃ .

66In Bengal, when they see that there is no hope for someone, they take him to the Ganges so that the soul can leave his body there.

64Mūrtiyō̃ key|kī bhī pūjā kar phir jākar kahtē haĩ ḍūb jā , ḍūb jā . . . abhī tum jāntē hō yah sārī purānī duniyā ḍūb jānī hai .

67They worship the deity idols and then say: “Drown! 68Drown! 69You now understand that the whole of the old world is to be drowned.

65Floods hōṅgī , āg lagē̃gī , bhūkh mē̃ manuṣhya marē̃gē .

70There will be floods and fires and people will starve to death.

66Yah sab hālatē̃ ānī haĩ .

71All of these conditions will come.

67Earthquake mē̃ makān ādi gir paṛē̃gē .

72Buildings etc. will collapse in earthquakes.

68Is samay prakr̥iti kō gussā ātā hai tō sabkō khalās kar dētī hai .

73At this time, the elements have such great force that they will destroy everything.

69Yah sab hālatē̃ sārī duniyā kē liē ānī haĩ .

74All of these conditions are to come for the whole world.

70Anēk prakār kā maut ā jātā hai .

75Many different types of death will come.

71Bombs mē̃ bhī zahar bharā huā hai .

76Bombs are filled with poison.

72Thōṛī bāns ānē sē bēhōśh hō jātē haĩ .

77As soon as someone gets a little whiff of that, he becomes unconscious.

73Yah tum bachchē jāntē hō ki kyā-kyā hōnē kā hai .

78You children know what has to happen.

74Yah sab kaun karātē haĩ  ?

79Who is inspiring all of this?

75Bāp tō nahī̃ karātē haĩ . 76Yah drama mē̃ nūndh hai .

80The Father isn’t inspiring this; it is fixed in the drama.

77Kōī par dōṣh nahī̃ dēgē .

81No one can be blamed for it.

78Drama kā plan banā huā hai .

82This plan is created in the drama.

79Purānī duniyā sō phir naī jarūr hōgī .

83The old world will definitely become new again.

80Natural calamities āyēṅgī .

84There will also be natural calamities.

81Vināśh hōnē kā hī hai .

85Destruction has to take place.

82Is purānī duniyā sē buddhi kā yōg haṭā dēnā , iskō bēhad kā sannyās kahā jātā hai .

86The intellect’s yoga has to be removed from this old world. 87This is called unlimited renunciation.

83Ab tum kahē̃gē vāh satgurū vāh  !

88You now say: “Wah Satguru! 89Wah!

84Jō hamkō yah rāstā batāyā .

90You have shown us this path.”

85Bachchō̃ kō bhī samjhātē haĩ - aisī chalan nahī̃ chalō jō unkī nindā hō .

91You children are told: Don’t behave in such a way that He is defamed.

86Tum yahā̃ jītē jī martē hō .

92You die alive here.

87Dēh kō chhōṛ apnē kō ātmā samajhtē hō .

93You renounce your bodies and consider yourselves to be souls.

88Dēh sē nyārī ātmā ban bāp kō yād karnā hai .

94You have to become souls, detached from your bodies, and remember the Father.

89Yah tō bahut achchhā kahtē haĩ vāh satgurū vāh  !

95You say a very good thing: “Wah Satguru! 96Wah!”

90Pārlaukik satgurū key|kī hī vāh-vāh hōtī hai .

97Only the parlokik Satguru (from beyond this world) is praised.

91Laukik gurū tō ḍhēr haĩ .

98There are many worldly gurus.

92Satgurū tō ēk hī hai sachchā-sachchā , jiskā phir bhakti mārg mē̃ bhī nām chalā ātā hai .

99There is only the one true Satguru whose name is also mentioned on the path of devotion.

93Sārī sr̥iṣhṭi kā bāp tō ēk hī hai .

100The Father of the whole world is just the One.

94Naī sr̥iṣhṭi key|kī sthāpanā kaisē hōtī hai , yah bhī kiskō patā nahī̃ hai .

101No one even knows how the new world is established.

95Śhāstrō̃ mē̃ tō dikhātē haĩ pralay hō gaī phir pīpal K|kē pattē par śhrīkr̥iṣhṇa āyā .

102In the scriptures, they have portrayed annihilation and then Shri Krishna coming, floating on a pipal leaf.

96Abhī tum samajhtē hō pīpal K|kē pattē par kaisē āyēgā .

103You now understand how he could not have come on a pipal leaf.

97Śhrīkr̥iṣhṇa key|kī mahimā karnē sē kuchh phāydā nahī̃ hōtā .

104There is no benefit in praising Shri Krishna.

98Tumhē̃ ab chaṛhtī kalā mē̃ lē jānē kē liē satgurū milā hai .

105You have now found the Satguru to take you into the ascending stage.

99Kahtē haĩ nā chaṛhtī kalā tērē bhānē sarv kā bhalā .

106It is said: There is benefit for everyone due to the ascending stage.

100Tō rūhānī bāp ātmāō̃ kō baiṭh samjhātē haĩ .

107Therefore, the spiritual Father sits here and explains to souls.

10184 janm bhī ātmā nē liē haĩ .

108It is we souls who have taken 84 births.

102Har ēk janm mē̃ nām-rūp dūsrā hō jātā hai .

109Souls have bodies with different names and forms in every birth.

103Aisē nahī̃ kahē̃gē phalānē nē 84 janma liyē haĩ .

110You cannot say: “So-and-so has taken 84 births.”

104Nahī̃ , ātmā nē 84 janma liyā . 105Śharīr tō badaltē jātē haĩ .

111No, it is the soul that takes 84 births; the body keeps changing.

106Tumhārī buddhi mē̃ yah sab bātē̃ haĩ .

112You have all of these things in your intellects.

107Sārī knowledge buddhi mē̃ rahnī chāhiē .

113You need to have all this knowledge in your intellects.

108Kōī bhī āyē tō unkō samjhāyē̃ . 109Ādi mē̃ thā hī dēvī-dēvatāō̃ kā rājya , phir madhya mē̃ rāvaṇ rājya huā .

114Explain to anyone who comes: “There was just the kingdom of the deities in the beginning and the kingdom of Ravan then began in the middle.”

110Sīṛhī utartē rahē .

115You continued to come down the ladder.

111Satyug mē̃ kahē̃gē satōpradhān phir satō , rajō , tamō mē̃ utartē haĩ .

116In the golden age, you were satopradhan and you then continued to come down through the stages of sato, rajo and tamo.

112Chakra phirtā rahtā hai .

117The cycle continues to turn.

113Kōī-kōī kahtē haĩ bābā kō kyā paṛī thī jō 84 K|kē chakra mē̃ hamkō lāyā .

118Some ask: “What does it matter to Baba that He brought us into the cycle of 84 births?”

114Lēkin yah tō sr̥iṣhṭi chakra anādi banā huā hai , inkē ādi-madhy-ant kō jānnā hai .

119However, this world cycle is created eternally. 120You have to know its beginning, middle and end.

115Manuṣhya hōkar agar nahī̃ jāntē tō vah nāstik haĩ .

121If a human being doesn’t know this, then he is an atheist.

116Jānnē sē tumkō kitnā ūñch pad miltā hai .

122You receive such an elevated status by knowing this.

117Yah paṛhāī kitnī ūñch hai .

123This study is so elevated.

118Baṛā imtahān pās|pass karnē vālē key|kī dil mē̃ khuśhī hōtī hai nā , ham baṛē tē baṛā pad pāyēṅgē .

124Those who pass an important examination for claiming the highest status of all experience a lot of happiness in their hearts.

119Tum jāntē hō yah lakṣhmī-nārāyaṇ apnē pūrv janm mē̃ sīkh-kar phir manuṣhya sē dēvtā banē̃ .

125You know that Lakshmi and Narayan changed from ordinary humans into deities by studying this knowledge in their previous birth.

120Is paṛhāī sē yah rājdhānī sthāpan hō rahī hai .

126Their kingdom is being established through this study.

121Paṛhāī sē kitnā ūñch pad miltā hai .

127Such an elevated status is received by studying.

122Wonder hai nā .

128It is a wonder.

123Itnē baṛē-baṛē mandir jō banātē haĩ athavā jō baṛē-baṛē vidvān ādi haĩ unsē pūchhō satyug ādi mē̃ inhōnnē janm kaisē liyā tō batā nahī̃ sakē̃gē .

129Ask those who build huge temples and the great scholars etc., how Lakshmi and Narayan took birth at the beginning of the golden age and they won’t be able to tell you.

124Tum jāntē hō yah tō gītā vālā hī rājyōg hai .

130You know that this is the Raja Yoga that is mentioned in the Gita.

125Gītā paṛhtē āyē haĩ parantu ussē phāydā kuchh nahī̃ hai .

131People have continued to study the Gita, but they have not benefited at all through that.

126Ab tumkō bāp baiṭh sunātē haĩ .

132The Father now sits here and tells you this.

127Tum kahtē hō bābā ham āpsē 5 hazār varṣh pahlē bhī milē thē .

133You say: “Baba, we also met You 5000 years ago.”

128Kyō̃ milē thē  ?

134Why did you meet that One?

129Svarg kā varsā lēnē . 130Lakṣhmī-nārāyaṇ bannē kē liē .

135To claim your inheritance of heaven and to become like Lakshmi and Narayan.

131Kōī bhī chhōṭē , baṛē , būṛhē ādi ātē haĩ , yah jarūr sīkhkar ātē haĩ .

136The young, adults and older people who come here have definitely been taught this.

132Aim object hī yah hai .

137This is your aim and objective.

133Satya nārāyaṇ key|kī sachchī kathā hai nā .

138This is the story of the true Narayan.

134Yah bhī tum samajhtē hō , rājāī sthāpan hō rahī hai .

139You understand that a kingdom is being established.

135Jō achchhī rīti samajh lētē haĩ unkō āntarik khuśhī rahtī hai .

140Those who understand this very well experience happiness inside them.

136Bābā pūchhē̃gē himmat hai nā rājāī lēnē key|kī  ?

141Baba asks: Do you have the courage to claim the kingdom?

137Kahtē haĩ bābā kyō̃ nahī̃ , ham paṛhtē hī haĩ nar sē nārāyaṇ bannē .

142They reply: “Baba, why not? 143We are studying to change from human beings into Narayan.

138Itnā samay ham apnē kō dēh samajh baiṭhē thē ab bāp nē hamkō righteous rāstā batāyā hai .

144We considered ourselves to be bodies for so long, and the Father has now shown us the righteous path.”

139Dēhī-abhimānī bannē mē̃ mēhnat lagtī hai .

145Effort is required to become soul conscious.

140Ghaṛī-ghaṛī apnē nām-rūp mē̃ phans paṛtē haĩ .

146You repeatedly become trapped in name and form.

141Bāp kahtē haĩ is nām-rūp sē nyārā hōnā hai .

147The Father says: You have to become detached from name and form.

142Ab ātmā bhī nām tō hai nā .

148“Soul” itself is also a name.

143Bāp hai supreme parampitā , laukik bāp kō parampitā nahī̃ kahē̃gē .

149The Father is the Supreme Soul, the Supreme Father. 150A physical father is never called the Supreme Father.

144Param akṣhar ēk hī bāp kō diyā hai .

151The word “Supreme” is only given to the one Father.

145Vāh gurū bhī inkō kahtē haĩ .

152It is to Him that you say, “Wah Guru!”

146Tum sikkh lōgō̃ kō bhī samjhā saktē hō .

153You can also explain to the Sikhs.

147Granth sāhēb mē̃ tō pūrā varṇan hai .

154There is the full description of this in the Granth (the Sikh scripture).

148Aur kōī śhāstra mē̃ itnā varṇan nahī̃ hai jitnā granth mē̃ , jap sāhēb sukhmanī mē̃ hai .

155There isn’t as much description of Him in any other scripture as there is in the Granth, the Jap Sahib and the Sukhmani.

149Yah baṛē akṣhar hī dō haĩ .

156There are only these two words.

150Bāp kahtē haĩ - sāhēb kō yād karō tō tumkō 21 janma liē sukh milēgā .

157The Father says: Remember the Sahib (Lord) and you will receive happiness for 21 births.

151Ismē̃ mūñjhnē key|kī tō bāt hī nahī̃ .

158There is no question of becoming confused about this.

152Bāp bahut sahaj karkē samjhātē haĩ .

159The Father explains and makes everything very easy for you.

153Kitnē hindū transfer hō jākar sikkh banē haĩ .

160So many Hindus have been converted into Sikhs.

154Tum manuṣhyō̃ kō rāstā batānē kē liē kitnē chitra ādi banātē hō .

161You create so many pictures etc. in order to show the path to human beings.

155Kitnā sahaj samjhā saktē hō . 156Tum ātmā hō , phir bhinn-bhinn dharmō̃ mē̃ āyē hō .

162You can explain very easily: You are a soul who has entered a different religion.

157Yah variety dharmō̃ kā jhāṛ hai aur kōī kō yah patā nahī̃ hai ki Christ kaisē ātā hai .

163This is the tree of the variety of religions. 164No one else knows how Christ comes.

158Bāp nē samjhāyā thā - naī ātmā kō karmabhōg nahī̃ hō saktā .

165The Father has explained that a new soul cannot experience any suffering of karma.

159Christ key|kī ātmā nē kōī vikarma thōṛēhī kiyā jō sajā milē .

166The Christ soul did not perform any sinful actions for which he would receive punishment.

160Vah tō satōpradhān ātmā ātī hai , jismē̃ ākar pravēśh kartī hai unkō cross ādi par chaṛhātē haĩ , Christ kō nahī̃ .

167That was a satopradhan soul who came. 168The person whom that soul entered was put on the cross, not Christ.

161Vah tō jākar dūsrā janma lē baṛā pad pātī hai .

169He left and took another birth and claimed a high status.

162Pope K|kē bhī chitra haĩ .

170There is also the picture of the Pope.

163Is samay yah sārī duniyā bilkul hī worth not A penny hai .

171At this time, the whole world is absolutely not worth a penny.

164Tum bhī thē .

172You were also like that.

165Ab tum worth pound ban rahē hō .

173You are now becoming worth a pound.

166Aisē nahī̃ ki unhō̃ K|kē vāris pichhāṛī mē̃ khāyēṅgē , kuchh bhī nahī̃ .

174It isn’t that their heirs will live on everything after they have gone; not at all!

167Tum apnē hāth bharpūr kar jātē hō , bākī sab hāth khālī jāyēṅgē .

175You will go with your hands full. 176All the rest will go empty handed.

168Tum bharpūr hōnē kē liē hī paṛhtē hō .

177You are studying in order to become full.

169Yah bhī jāntē hō jō kalp pahlē āyē haĩ vahī āyēṅgē .

178You also know that those who came in the previous cycle will come again.

170Thōṛā bhī sunē̃gē tō ā jāyēṅgē .

179Even if they hear just a little, they will come.

171Sab ikaṭṭhē tō dēkh bhī nahī̃ sakē̃gē .

180They would not all be seen at the same time.

172Tum ḍhēr prajā banātē hō , bābā sabkō thōṛēhī dēkh saktē haĩ .

181You are creating many subjects, Baba is not able to see everyone.

173Thōṛā bahut sunnē sē bhī prajā bantē jātē haĩ .

182Even by them just hearing a little, subjects are created.

174Tum gintī bhī nahī̃ kar sakē̃gē .

183You won’t even be able to count them.

175Tum bachchē service par hō , bābā bhī service par hai .

184You children are now on service and Baba too is on service.

176Bābā service bigar rah nahī̃ saktē .

185Baba is not able to stay without doing service.

177Rōz subah kō service karnē ātē haĩ .

186He comes to serve you every morning.

178Satsaṅg ādi bhī subah kō kartē haĩ .

187People also have spiritual gatherings in the morning.

179Us samay sabkō phursat hōtī hai .

188Everyone is free at that time.

180Bābā tō kahtē haĩ tum bachchō̃ kō ghar sē bahut savērē bhī nahī̃ ānā hai aur rāt kō bhī nahī̃ ānā chāhiē kyōṅki din-pratidin duniyā bahut kharāb hōtī jātī hai isliē galī-galī mē̃ centre aisā nazdīk hōnā chāhiē , jō ghar sē nikalē centre par āyē , sahaj hō jāē .

189Baba says: You children mustn’t come from your homes too early in the morning and you shouldn’t even come too late at night because the world is getting worse day by day. 190This is why there should be a centre in every street so that, as soon as you leave your house, you can easily reach your centre very quickly.

181Tumhārī vr̥iddhi hō jāyēgī tab rājdhānī sthāpan hōgī .

191When the number of you has grown, the kingdom will be established.

182Bāp samjhātē tō bahut sahaj haĩ .

192The Father explains very easily.

183Yah rājyōg dvārā sthāpanā kar rahē haĩ .

193Establishment is taking place through Raja Yoga.

184Bākī yah sārī duniyā hōgī hī nahī̃ .

194The rest of the world will not then exist.

185Prajā tō kitnī ḍhēr bantī hai .

195So many subjects are being created.

186Mālā bhī bannī hai .

196The rosary also has to be created.

187Mukhya tō jō bahutō̃ key|kī service kar āpsamān banātē haĩ , vahī mālā K|kē dānē bantē haĩ .

197The main thing is that those who serve many people and make them similar to themselves will become beads of the rosary.

188Lōg mālā phērtē haĩ parantu arth|earth thōṛēhī samajhtē haĩ .

198People turn the beads of a rosary, but they don’t understand the meaning of it.

189Bahut gurū lōg mālā phērnē kē liē dētē haĩ ki buddhi ismē̃ lagī rahē .

199Many gurus give a rosary to people so that their intellects remain busy turning the beads.

190Kām mahāśhatru hai , din-pratidin bahut kaṛā hōtā jāyēgā .

200Lust is the greatest enemy. 201Day by day, everything will become more forceful.

191Tamōpradhān bantē jātē haĩ . 192Yah duniyā bahut gandī hai .

202Souls become more and more tamopradhan day by day because this world is very dirty.

193Bābā kō bahut kahtē haĩ ham tō bahut taṅg hō gayē haĩ , jaldī satyug mē̃ lē chalō .

203Many say to Baba: We are really fed up. 204Take us to the golden age soon.

194Bāp kahtē haĩ dhīraj dharō , sthāpanā hōnī hī hai - yah khātirī hai .

205The Father says: Have patience! 206It is guaranteed that establishment will take place.

195Yah khātirī hī tumkō lē jāyēgī .

207It is this guarantee that will take you there.

196Bachchō̃ kō yah bhī batāyā hai tum ātmāyē̃ paramdhām sē āī hō phir vahā̃ jānā hai , phir āyēṅgē part bajānē .

208You children have also been told that you souls have come from the supreme abode and that you now have to return there. 209You will then come down to play your parts.

197Tō param-dhām kō yād karnā paṛē .

210Therefore, you have to remember the supreme abode.

198Bāp bhī kahtē haĩ māmēkam yād karō tō vikarma vināśh hōṅgē .

211The Father says: Constantly remember Me alone so that your sins can be absolved.

199Yahī paigām sabhī kō dēnā hai aur kōī paigambar messenger ādi haĩ nahī̃ .

212Give everyone this message. 213There is no other Messenger etc.

200Vē|way tō muktidhām sē nīchē lē ātē haĩ .

214Those prophets bring souls down from the land of liberation.

201Phir unkō sīṛhī nīchē utarnā hai .

215Then, they have to come down the ladder.

202Jab pūrē tamōpradhān ban jātē haĩ tab phir bāp ākar sabkō satōpradhān banātē haĩ .

216When souls become completely tamopradhan, the Father comes and makes everyone satopradhan.

203Tumhārē kāraṇ sabkō vāpis jānā paṛtā hai kyōṅki tumkō naī duniyā chāhiē nā - yah bhī drama banā huā hai .

217It is because of you that everyone has to return home; you do want the new world, do you not? 218This drama is predestined.

204Bachchō̃ kō bahut naśhā rahnā chāhiē .

219You children should be very intoxicated.

205Achchhā  !

220Achcha.

206Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

221To the sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

207Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

222The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

208Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

223Essence for dharna:

2091 ) is dēh K|kē nām-rūp sē nyārā hōkar dēhī-abhimānī bannā hai .

2241. Become detached from the name and form of your body and become soul conscious.

210Aisī chalan nahī̃ chalnī hai jō satgurū key|kī nindā hō .

225Never behave in such a way that the Satguru would be defamed.

2112 ) mālā kā dānā bannē kē liē bahutō̃ kō āp samān banānē key|kī sēvā karnī hai .

2262. In order to become beads of the rosary, serve to make many others similar to yourselves.

212Āntarik khuśhī mē̃ rahnā hai ki ham rājāī lēnē kē liē paṛh rahē haĩ .

227Maintain the internal happiness that you are studying to claim a kingdom.

213Yah paṛhāī hai hī nar sē nārāyaṇ bannē key|kī .

228This study is to become Narayan from an ordinary human.

Blessing

214Vardān  : nirantar yād dvārā avināśhī kamāī jamā karnē vālē sarv khajānō̃ K|kē adhikārī bhav

229Blessing: May you claim a right to all the treasures and accumulate an imperishable income by having constant remembrance.

215Nirantar yād dvārā her|har kadam mē̃ kamāī jamā kartē rahō tō sukh , śhānti , ānand , prēm . . . in sab khajānō̃ K|kē adhikār kā anubhav kartē rahē̃gē .

230By having constant remembrance, you will continue to earn an income at every step and experience having a right to all the treasures of happiness, peace, bliss and love.

216Kōī kaṣhṭa , kaṣhṭa anubhav nahī̃ hōṅgē .

231Any suffering will not be experienced as suffering.

217Saṅgam par brāhmaṇō̃ kō kōī kaṣhṭa hō nahī̃ saktā .

232At the confluence age, Brahmins cannot suffer.

218Yadi kōī kaṣhṭa ātā bhī hai tō bāp kī yād dilānē kē liē , jaisē gulāb K|kē puṣhp kē sāth kāṇṭā unkē bachāv kā sādhan hōtā hai . 219Vaisē yah taklīphē̃ aur hī bāp kī yād dilānē kē nimitt bantī haĩ .

233If there is any suffering, it comes to remind you of the Father. 234Just as a rose has thorns to protect itself, in the same way, any difficulties become instrumental in reminding you of the Father even more.

Slogan

220Slōgan  : snēh rūp kā anubhav tō sunātē hō ab śhakti rūp kā anubhav sunāō .

235Slogan: You tell your experience of the form of love, now tell your experience of power.

236*** Om Shanti ***

221Avyakt iśhārē - ab sampann vā karmātīt bannē key|kī dhun lagāō

237Avyakt Signal: Now have the deep concern to become complete and karmateet.

222Jaisē sākār mē̃ dēkhā last karmātīt stage kā part sirph blaĩsiṅg dēnē kā rahā , bēlēnsa key|kī bhī viśhēṣhtā aur blessing key|kī bhī kamāl rahī .

238You saw in the sakar form that the part of the last karmateet stage was that of just giving blessings. 239It was the speciality of keeping a balance and the wonder of giving blessings.

223Aisē follow father .

240Follow the father in the same way.

224Sahaj aur śhaktiśhālī sēvā yahī hai .

241This is the easy and powerful service.

225Ab viśhēṣh ātmāō̃ kā part hai blaĩsiṅg dēnē kā . 226Chāhē nayanō̃ sē dō , chāhē mastakmaṇī dvārā .

242The part of special souls is now to give blessings, whether you give them through the eyes or the jewel on the forehead.