शनिवार 10 जनवरी 2026 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
010-01-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
010/01/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - tumhārī yād kī yātrā bilkul hī gupta hai , tum bachchē abhī muktidhām mē̃ jānē key|kī yātrā kar rahē hō ' '
1Essence: Sweet children, your pilgrimage of remembrance is very incognito. 2You children are now on the pilgrimage to the land of liberation.
Question
2Praśhna : sthūlvatan vāsī sē sūkṣhmavatan vāsī phariśhtā bannē kā puruṣhārth kyā hai ?
3Question: What effort must you make in order to become a resident of the subtle region from a resident of the corporeal world?
Answer
3Uttar : sūkṣhmavatan vāsī phariśhtā bannā hai tō rūhānī service mē̃ haḍḍī-haḍḍī svāhā karō .
4Answer: In order to become an angel of the subtle region, sacrifice your every bone for spiritual service.
4Binā haḍḍī svāhā kiyē phariśhtā nahī̃ ban saktē kyōṅki phariśhtē bigar haḍḍī mās K|kē hōtē haĩ .
5You cannot become an angel without sacrificing your bones, because angels have no flesh or bones.
5Is bēhad key|kī sēvā mē̃ dadhīchi r̥iṣhi kī tarah haḍḍī-haḍḍī lagānī hai , tabhī vyakt sē avyakt banē̃gē .
6You have to use all your bones for this unlimited service, just as Dadichi Rishi did, for only then will you become subtle from corporeal.
Song
6Gīt : dhīraj dhar manuvā …
7Song: Have patience, o mind! 8Your days of happiness are about to come!
Murli
7Ōm śhānti .
9Om shanti.
8Bachchō̃ kō is gīt sē iśhārā milā ki dhīraj dharō .
10You children received a signal from this song to have patience.
9Bachchē jāntē haĩ ham śhrīmat par puruṣhārth kar rahē haĩ aur jāntē haĩ ki ham is gupta yōg key|kī yātrā par haĩ .
11You children know that you are making effort on the basis of shrimat. 12You also know that you are on this incognito pilgrimage of remembrance.
10Vah yātrā apnē samay par pūrī hōnī hai .
13Other pilgrimages have to end at their own time.
11Mukhya hai hī yah yātrā , jiskō tumhārē sivāē aur kōī bhī nahī̃ jāntē haĩ .
14The main thing about this pilgrimage is that no one apart from you knows about it.
12Yātrā par jānā hai jarūr aur lē jānē vālā paṇḍā bhī chāhiē .
15You definitely have to go on this pilgrimage and you also need to have the Guide.
13Iskā nām hī rakhā huā hai pāṇḍav sēnā .
16You have been called the Pandava Army.
14Ab yātrā par haĩ .
17You are now on a pilgrimage.
15Sthūl laṛāī kī kōī bāt nahī̃ hai .
18It is not a question of a physical war.
16Har ēk bāt gupta hai .
19Everything here is incognito.
17Yātrā bhī baṛī gupta hai .
20This pilgrimage too is very incognito.
18Śhāstrō̃ mē̃ bhī hai - bāp kahtē haĩ mujhē yād karō tō mērē pās|pass ākar pahuchēṅgē .
21In the scriptures, it says: The Father speaks: Remember Me and you will attain Me.
19Yah yātrā tō huī nā .
22This too is a pilgrimage, is it not?
20Bāp sab śhāstrō̃ kā sār batātē haĩ .
23The Father tells you the essence of all the scriptures.
21Practical mē̃ act mē̃ lē ātē haĩ .
24He puts all of this into practical actions.
22Ham ātmāō̃ kō yātrā par jānā hai apnē nirvāṇdhām .
25We souls have to go on a pilgrimage to our land of nirvana.
23Vichār karō tō samajh saktē haĩ .
26If you think about it, you can understand it.
24Yah hai muktidhām key|kī sachchī yātrā .
27This is the true pilgrimage to the land of liberation.
25Sab chāhtē haĩ ham muktidhām mē̃ jāyē̃ .
28Everyone wants to go to the land of liberation.
26Yah yātrā karnē kē liē kōī muktidhām kā rāstā batāyē . 27Parantu bāp tō apnē samay par āpēhī ātē haĩ , jis samay kō kōī nahī̃ jāntē haĩ .
29Someone has to show them the land of liberation in order for them to go on this pilgrimage, but the Father only comes at His own time by Himself. 30No one knows what time that is.
28Bāp ākar samjhātē haĩ tō bachchō̃ kō niśhchay hōtā hai . 29Barōbar yah sachchī yātrā hai jō gāī huī hai .
31When the Father comes and explains, you children have the faith that this really is the true pilgrimage that has been remembered.
30Bhagvān nē yah yātrā sikhāī thī . 31Manmanābhav , madhyājī bhav .
32God taught us this pilgrimage: Manmanabhav! 33Madhyajibhav!
32Yah akṣhar bhī tumhārē kām K|kē bahut haĩ .
34These terms are very useful for you.
33Sirph kisnē kahā ? 34Yah bhūl kar dī hai .
35The only mistake made was about who spoke them.
35Kahtē haĩ dēh sahit dēh K|kē sambandhō̃ kō bhūl jāō .
36He says: Forget your bodies and all your bodily relations.
36Inkō ( brahmā bābā kō ) bhī dēh hai .
37This one (Brahma Baba) also has a body.
37Inkō bhī samjhānē vālā dūsrā hai , jiskō apnī dēh nahī̃ hai vah bāp hai vichitr , unkō kōī chitra nahī̃ hai , aur tō sabkē chitra haĩ .
38It is someone else, who doesn’t have a body of His own, who also explains to this one. 39That Father is without an image (vichitra); He does not have an image of His own. 40Everyone else has an image (chitra).
38Sārī duniyā citraśālā hai .
41The whole world is a gallery (a picture gallery).
39Vichitr aur chitra arthāt jīv aur ātmā kā yah manuṣhya svarup banā huā hai .
42This human form is made of one without an image and the image itself - that is, the non living body and the soul.
40Tō vah bāp hai vichitr .
43That Father is without an image.
41Samjhātē haĩ mujhē is chitra kā ādhār lēnā paṛtā hai .
44He explains that He has to take the support of this image (body).
42Barōbar śhāstrō̃ mē̃ hai bhagvān nē kahā thā jabki mahābhārat laṛāī bhī lagī thī .
45It is written in the scriptures that God spoke this when the Mahabharat War took place.
43Rājyōg sikhātē thē , jarūr rājāī sthāpan huī thī .
46He taught Raja Yoga and the kingdom was definitely established.
44Abhī tō rājāī hai nahī̃ .
47There is no kingdom now.
45Rājyōg bhagvān nē sikhāyā thā , naī duniyā kē liē kyōṅki vināśh sāmnē khaṛā thā .
48God taught Raja Yoga for the new world, because destruction was just ahead.
46Samjhāyā jātā hai aisā huā thā jabki svarg key|kī sthāpanā huī thī .
49It is explained that it happened like that when heaven was being established.
47Vah lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya sthāpan huā thā .
50That kingdom of Lakshmi and Narayan was established.
48Abhī tumhārī buddhi mē̃ hai - satyug thā , abhī kaliyug hai .
51It is now in your intellects that there was then the golden age and that it is now the iron age.
49Phir bāp vahī bātē̃ samjhātē haĩ .
52The Father is now explaining the same things.
50Aisā tō kōī kah na sakē ki maĩ paramdhām sē āyā hū̃ tumkō vāpis lē jānē .
53No one else can say that he has come from the supreme abode to take you back.
51Parampitā paramātmā hī kah saktē haĩ brahmā dvārā , aur kiskē dvārā bhī kah nahī̃ saktē .
54Only the Supreme Father, the Supreme Soul, can say this through Brahma. 55He cannot say this through anyone else.
52Sūkṣhmavatan mē̃ haĩ hī brahmā-viṣhṇu-śhaṅkar .
56In the subtle region, there are just Brahma, Vishnu and Shankar.
53Brahmā kē liē bhī samjhāyā hai ki vah hai avyakt brahmā aur yah hai vyakt .
57It is also explained about Brahma that that one is the subtle Brahma and that this one is the corporeal Brahma.
54Tum abhī phariśhtā bantē hō .
58You are now becoming angels.
55Phariśhtē sthūl vatan mē̃ nahī̃ hōtē .
59Angels don’t exist in the corporeal world.
56Phariśhtō̃ kō haḍḍī mās nahī̃ hōtā hai .
60Angels don’t have bodies of flesh and bones.
57Yahā̃ is rūhānī service mē̃ haḍḍī ādi sab khalās kar dētē haĩ , phir phariśhtē ban jātē haĩ .
61Here, you sacrifice all your bones, etc. for this spiritual service and you then become angels.
58Abhī tō haḍḍī hai nā .
62At the moment, you have bones.
59Yah bhī likhā huā hai - apnī haḍḍiyā̃ bhī service mē̃ dē dī . 60Gōyā apnī haḍḍiyā̃ khalās kartē haĩ .
63It is written that someone even gave his bones for service, which means that you finish your bones.
61Sthūlvatan sē sūkṣhmavatanvāsī bannā hai .
64From residents of the corporeal world, you have to become residents of the subtle region.
62Yahā̃ ham haḍḍī dēkar sūkṣhma ban jātē haĩ .
65We give our bones here and then become subtle.
63Is service mē̃ sab svāhā karnā hai .
66You have to sacrifice everything for this service.
64Yād mē̃ rahtē-rahtē ham phariśhtē ban jāyēṅgē .
67While staying in remembrance, we will become angels.
65Yah bhī gāyā huā hai - mirūā maut malūkā śhikār , malūk phariśhtē kō kahā jātā hai .
68“Death to the prey and joy for the hunter,” has also been remembered. 69Angels are called hunters.
66Tum manuṣhya sē phariśhtē bantē hō .
70You change from humans into angels.
67Tumkō dēvtā nahī̃ kah saktē .
71You cannot be called deities.
68Yahā̃ tō tumkō śharīr hai nā .
72Here, you have bodies.
69Sūkṣhmavatan kā varṇan abhī hōtā hai .
73The explanation of the subtle region is given at this time.
70Yōg mē̃ rah phir phariśhtē ban jātē haĩ .
74You stay in yoga and become angels.
71Pichhāṛī mē̃ tum phariśhtē ban jāyēṅgē .
75At the end, you will become angels.
72Tumkō sab sākṣhātkār hōgā aur khuśhī hōgī .
76You will have visions of everything and also have happiness.
73Manuṣhya tō sab kāl kā śhikār hō jāyēṅgē .
77Human beings will all become prey to Death.
74Tumhārē mē̃ jō mahāvīr haĩ vah tō aḍōl rahē̃gē .
78Those among you who are mahavirs will remain unshakeable.
75Bākī kyā-kyā hōtā rahēgā !
79So many other things will also continue to happen.
76Vināśh key|kī scene tō hōnī hai nā .
80The scenes of destruction have to take place.
77Arjun kō vināśh kā sākṣhātkār huā .
81Arjuna had a vision of destruction.
78Ēk arjun key|kī bāt nahī̃ hai .
82This isn’t a question of one Arjuna.
79Tum bachchō̃ kō vināśh aur sthāpanā kā sākṣhātkār hōtā hai .
83You children are given visions of destruction and establishment.
80Pahlē-pahlē bābā kō bhī vināśh kā sākṣhātkār huā .
84First of all, Baba had a vision of destruction.
81Us samay gyān tō kuchh thā nahī̃ .
85At that time he too had none of this knowledge.
82Dēkhā sr̥iṣhṭi kā vināśh hō rahā hai .
86He had visions of the world being destroyed.
83Phir chaturbhuj kā sākṣhātkār huā .
87He then saw the four-armed image (Vishnu).
84Samajhnē lagē yah tō achchhā hai . 85Vināśh kē bād ham viśhva K|kē mālik bantē haĩ , tō khuśhī ā gaī .
88He began to understand that it was good because, after destruction, we were to become the masters of the world. 89Therefore, he became happy.
86Abhī yah duniyā nahī̃ jāntī ki vināśh tō achchhā hai nā .
90The world doesn’t know that destruction is good.
87Peace|pīs kē liē prayatna kartē haĩ parantu ākhrīn vināśh tō hōnā hai .
91They make so many arrangements for peace, but destruction ultimately has to take place.
88Yād kartē haĩ patit-pāvan āō , tō bāp āyēṅgē jarūr ākar pāvan duniyā sthāpan karē̃gē , jismē̃ ham rājāī karē̃gē .
92They remember the Purifier and ask Him to come. 93So, the Father would definitely come. 94He would come and establish a pure world in which we will rule.
89Yah tō achchhā hai nā .
95This is good, is it not?
90Patit-pāvan kō kyō̃ yād kartē haĩ ?
96Why do they remember the Purifier?
91Kyōṅki duḥkh hai .
97It is because they are unhappy.
92Pāvan duniyā mē̃ dēvtāyē̃ haĩ , patit duniyā mē̃ tō dēvtāō̃ K|kē pair ā nahī̃ saktē .
98Deities exist in that pure world; they cannot set foot in this impure world.
93Tō jarūr patit duniyā kā vināśh hōnā chāhiē .
99Therefore, this impure world definitely has to be destroyed.
94Gāyā huā bhī hai mahāvināśh huā .
100It is also remembered that a huge destruction took place.
95Uskē bād kyā hōtā hai ?
101What happened after that?
96Ēk dharm key|kī sthāpanā sō tō aisē hōgī nā .
102That was how the one religion was established, was it not?
97Yahā̃ sē rājyōg sīkhē̃gē . 98Vināśh hōgā bākī bhārat mē̃ kaun bachēgā ?
103You study Raja Yoga here and then destruction takes place. 104Who will then remain in Bharat?
99Jō rājyōg sīkhtē haĩ , knowledge dētē haĩ vahī bachē̃gē .
105Those who study Raja Yoga and give knowledge will remain.
100Vināśh tō sabkā hōnā hai , ismē̃ ḍarnē key|kī bāt nahī̃ .
106Everyone else has to be destroyed. 107There is no need to be afraid about this.
101Patit-pāvan kō bulātē haĩ jabki vah ātē haĩ tō khuśhī hōnī chāhiē nā .
108People call out for the Purifier to come. 109Therefore, they should be happy when He does come.
102Bāp kahtē haĩ vikārō̃ mē̃ mat jāō .
110The Father says: Don’t indulge in vice.
103In vikārō̃ par jīt pāō vā dān dē dō tō grahaṇ chhūṭē .
111Conquer these vices, or give them as a donation and the eclipse will be removed.
104Bhārat kā grahaṇ chhūṭtā jarūr hai .
112The eclipse over Bharat definitely has to be removed.
105Kālē sē gōrā bannā hai .
113You have to become beautiful from ugly.
106Satyug mē̃ pavitra dēvtāyē̃ thē , vah jarūr yahā̃ banē hōṅgē .
114Pure deities used to live in the golden age. 115They must surely have become that here.
107Tum jāntē hō ham śhrīmat sē nirvikārī bantē haĩ .
116You know that we are becoming viceless by following shrimat.
108Bhagvānuvāch , yah hai gupta .
117God speaks: This is incognito.
109Śhrīmat par chalkar tum bādśhāhī pātē hō .
118By following shrimat you attain the sovereignty.
110Bāp kahtē haĩ tumkō nar sē nārāyaṇ bannā hai .
119The Father says: You have to change from ordinary human beings into Narayan.
111Second mē̃ rājāī mil saktī hai .
120You can receive the kingdom in a second.
112Śhurū mē̃ bachchiyā̃ 4-5 din bhī vaikuṇṭha mē̃ jākar rahtī thī .
121In the beginning, some daughters would go into trance and stay in heaven for four or five days.
113Śhivbābā ākar bachchō̃ kō vaikuṇṭha kā bhī sākṣhātkār karātē thē .
122Shiv Baba used to come and give you children visions of heaven.
114Dēvtāyē̃ ātē thē - kitnā mān-śhān sē .
123The deities used to come with so much pride and respect.
115Tō bachchō̃ kō dil andar lagtā hai barōbar gupta vēṣh mē̃ ānē vālā bāp hamkō samjhā rahē haĩ .
124Therefore, this touches the hearts of you children, because it really is the Father who comes in an incognito way to explain to us.
116Brahmā tan mē̃ ātē haĩ .
125He enters the body of Brahma.
117Brahmā kā tan tō yahā̃ chāhiē nā .
126The body of Brahma must also exist here.
118Prajāpitā brahmā dvārā sthāpanā .
127Establishment takes place through Prajapita Brahma.
119Bābā nē samjhāyā hai - kōī bhī ātē haĩ tō unsē pūchhō kiskē pās|pass ātē hō ?
128Baba has explained that you should ask anyone who comes here: Who have you come to?
120Be|B . K|kē . pās|pass .
129To the Brahma Kumaris.
121Achchhā brahmā kā nām kabhī sunā hai ?
130Achcha, have you heard the name of Brahma before?
122Prajāpitā tō hai nā .
131Prajapita Brahma does exist, does he not?
123Ham sab unkē ākar banē haĩ .
132All of us now belong to him.
124Jarūr āgē bhī banē thē .
133We definitely belonged to him before too.
125Brahmā dvārā sthāpanā tō sāth mē̃ brāhmaṇ bhī chāhiē .
134Establishment takes place through Brahma. 135Therefore, Brahmins are needed.
126Bāp brahmā dvārā kiskō samjhātē haĩ ?
136To whom does the Father explain through Brahma?
127Śhūdrō̃ kō tō nahī̃ samjhāyēṅgē .
137He doesn’t explain to shudras.
128Yah hai brahmā mukh vaṅśhāvalī brāhmaṇ , śhivbābā nē brahmā dvārā hamkō apnā banāyā hai .
138These Brahmins are mouth-born creations. 139Shiv Baba has made us belong to Him through Brahma.
129Brahmākumār-kumāriyā̃ kitnē ḍhēr haĩ , kitnē centres haĩ .
140There are so many Brahma Kumars and Kumaris. 141There are so many centres.
130Sabmē̃ brahmākumāriyā̃ paṛhātī haĩ .
142Brahma Kumaris teach at all of them.
131Yahā̃ hamkō dādē kā varsā miltā hai .
143Here, we receive the Grandfather’s inheritance.
132Bhagvānuvāch , tumkō rājyōg sikhātā hū̃ .
144God speaks: I teach you Raja Yoga.
133Vah nirākār hōnē kāraṇ inkē śharīr kā ādhār lēkar hamkō knowledge sunātē haĩ .
145Because He is incorporeal, He takes the support of this one’s body and speaks knowledge to us.
134Prajāpitā K|kē tō sab bachchē hōṅgē nā !
146All are children of Prajapita Brahma.
135Ham haĩ prajāpitā brahmākumār-kumāriyā̃ .
147We are the Prajapita Brahma Kumars and Kumaris.
136Śhivbābā hai dādā .
148Shiv Baba is our Dada (Grandfather).
137Unhōnnē adopt kiyā hai .
149He has adopted us.
138Tum jāntē hō ham dādē sē paṛh rahē haĩ brahmā dvārā .
150You know that we are studying with Dada through Brahma.
139Yah lakṣhmī-nārāyaṇ dōnō̃ svarg K|kē mālik haĩ nā .
151This Lakshmi and Narayan are both the masters of heaven.
140Bhagvān tō ēk ūñch tē ūñch nirākār hī hai .
152Only the highest-on-high incorporeal One is God.
141Bachchō̃ kō dhārṇā baṛī achchhī hōnī chāhiē .
153You children must imbibe this very well.
142Pahlē-pahlē samjhāō dō bāp haĩ bhakti mārg mē̃ .
154First of all, explain that you have two fathers on the path of devotion.
143Svarg mē̃ hai ēk bāp .
155In heaven, you have one father.
144Pārlaukik bāp dvārā bādśhāhī mil gaī phir yād kyō̃ karē̃gē .
156Why would you remember the parlokik Father after you have received the sovereignty from Him?
145Duḥkh hai hī nahī̃ jō yād karnā paṛē .
157There is no sorrow there that you would have to remember Him.
146Gātē haĩ duḥkh hartā sukh kartā .
158It is sung: “O Remover of Sorrow. 159Bestower of Happiness!”
147Vah abhī key|kī bāt hai .
160That refers to this time.
148Jō past hō jātā hai uskā gāyan hōtā hai .
161Whatever becomes the past is remembered later.
149Mahimā hai ēk key|kī .
162The praise is of just the One.
150Vah ēk bāp hī ākar patitō̃ kō pāvan banātē haĩ .
163That one Father comes and purifies the impure.
151Manuṣhya thōṛēhī samajhtē haĩ .
164Human beings don’t understand this.
152Vah tō past key|kī kathā baiṭh likhtē haĩ .
165They sit and write stories of the past.
153Tum abhī samajhtē hō - barōbar bāp nē rājyōg sikhāyā , jissē bādśhāhī milī .
166You now understand that the Father really did teach you Raja Yoga through which you received that sovereignty.
15484 kā chakra lagāyā . 155Abhī phir ham paṛh rahē haĩ , phir 21 janm rājya karē̃gē .
167You have been around the cycle of 84 and are now studying once again. 168You will then rule for 21 births.
156Aisā dēvtā banē̃gē .
169You will become deities, like them.
157Aisē kalp pahlē banē thē .
170You became that in the previous cycle too.
158Samajhtē hō hamnē pūrā 84 janmō̃ kā chakra lagāyā .
171You understand that you have been around the whole cycle of 84 births.
159Ab phir satyug-trētā mē̃ jāyēṅgē tab tō bāp pūchhtē haĩ āgē kitnē bār milē hō ?
172You are now going to go to the golden and silver ages again. 173This is why the Father asks: How many times have we met before?
160Yah practical bāt hai nā !
174This is something practical, is it not?
161Nayā bhī kōī sunē tō samajhē̃gē 84 kā chakra tō jarūr hai .
175When new ones hear this, they can understand that there definitely is a cycle of 84 births.
162Jō pahlē vālē hōṅgē unkā hī chakra pūrā huā hōgā .
176The cycle is only a full cycle for those who come at the beginning.
163Buddhi sē kām lēnā hai .
177Everything has to be calculated with the intellect.
164Is makān mē̃ , is dress mē̃ bābā ham āpsē anēk bār miltē haĩ aur miltē rahē̃gē .
178Baba, I have met You many times in this building, while wearing this costume and I will continue to meet You.
165Patit sē pāvan , pāvan sē patit hōtē hī āyē haĩ .
179You have continued to become pure from impure and impure from pure.
166Kōī chīz sadaiv naī hī rahē , yah tō hō nahī̃ saktā . 167Purānī jarūr bantī hai .
180It is impossible for anything to remain constantly new; everything definitely becomes old.
168Her|har chīz satō-rajō-tamō mē̃ ātī hai .
181Everything has to go through the stages of sato, rajo and tamo.
169Abhī tum bachchē jāntē hō naī duniyā ā rahī hai . 170Uskō svarg kahā jātā hai .
182You children now understand that a new world is coming, which will be called heaven.
171Yah hai nark .
183This is hell.
172Vah hai pāvan duniyā .
184That is a pure world.
173Bahut pukārtē haĩ - hē patit-pāvan hamkō ākar pāvan banāō kyōṅki duḥkh jāstī hōtā jātā hai nā . 174Parantu yah samajhtē nahī̃ ki ham hī pūjya thē phir pujārī banē haĩ .
185Many people call out: “O Purifier, come and purify us!” 186They call out because their sorrow is increasing, but they don’t understand that they were worthy of worship and that they then became worshippers.
175Dvāpar mē̃ pujārī banē .
187We became worshippers in the copper age.
176Anēk dharm hōtē gayē .
188Innumerable religions continued to come.
177Barōbar patit sē pāvan , pāvan sē patit hōtē āyē haĩ .
189We truly continued to become pure from impure and impure from pure.
178Bhārat kē ūpar hī khēl hai .
190This play is based on Bharat.
179Tum bachchō̃ kō ab smr̥iti āī hai , ab tum śhiv jayantī manātē hō .
191You children now have awareness and you now celebrate the birthday of Shiva.
180Bākī aur kōī śhiv kō tō jāntē hī nahī̃ haĩ .
192No one else even knows Shiva.
181Ham jāntē haĩ .
193We know Him.
182Barōbar hamkō rājyōg sikhlātē haĩ .
194He truly does teach us Raja Yoga.
183Brahmā dvārā svarg key|kī sthāpanā hō rahī hai .
195The establishment of heaven is taking place through Brahma.
184Jarūr jō yōg sīkhē̃gē , sthāpanā karē̃gē vahī phir rājya-bhāgya pāyēṅgē .
196Those who study this yoga and carry out establishment will definitely claim their fortune of the kingdom.
185Ham kahtē haĩ barōbar ham kalp-kalp bāp sē yah rājyōg sīkhē haĩ .
197We say: “We really do study this Raja Yoga with the Father every cycle.”
186Bābā nē samjhāyā hai - abhī yah 84 janmō̃ kā chakra pūrā hōtā hai .
198Baba has explained that the cycle of 84 births is now coming to an end.
187Phir nayā chakra lagānā hai .
199We will then have to go around a new cycle.
188Chakra kō tō jānnā chāhiē nā .
200You have to understand the cycle.
189Bhal yah chitra na hō tō bhī tum samjhā saktē hō .
201You can explain these things even if you don’t have these pictures.
190Yah tō bilkul sahaj bāt hai .
202These things are very simple.
191Barōbar bhārat svarg thā , ab nark hai .
203Bharat truly was heaven and it is now hell.
192Sirph vah lōg samajhtē haĩ kaliyug ajun bachchā hai .
204It is just that those people believe that the iron age is still in its infancy.
193Tum kahtē hō - yah tō kaliyug kā ant hai .
205You say that this is the end of the iron age.
194Chakra pūrā hōtā hai .
206The cycle is now coming to an end.
195Bāp samjhātē haĩ maĩ ātā hū̃ patit duniyā kō pāvan banānē .
207The Father says: I have come to make the impure world pure.
196Tum jāntē hō hamkō pāvan duniyā mē̃ jānā hai .
208You know that we have to go to a pure world.
197Tum mukti , jīvan muktidhām , śhāntidhām , sukhdhām aur duḥkhdhām kō bhī samajhtē hō .
209You also understand the lands of liberation and liberation-in-life, the land of peace, the land of happiness and the land of sorrow.
198Parantu takdīr mē̃ nahī̃ hai tō phir yah khyāl nahī̃ kartē ki kyō̃ na ham sukhdhām mē̃ jāyē̃ .
210However, if it is not in your fortune, the thought, “Why should I not go to the land of happiness?”, does not come.
199Barōbar ham ātmāō̃ kā ghar vah śhāntidhām hai .
211That land of peace truly is the home of us souls.
200Vahā̃ ātmā kō organs na hōnē kāraṇ kuchh bōltī nahī̃ hai .
212Because souls don’t have organs there, they don’t say anything.
201Śhānti vahā̃ sabkō miltī hai .
213Everyone receives peace there.
202Satyug mē̃ hai ēk dharm .
214In the golden age, there is just the one religion.
203Yah anādi , avināśhī world drama hai jō chakra lagātā hī rahtā hai .
215This world drama is eternal and imperishable; it continues to turn.
204Ātmā kabhī vināśh nahī̃ hōtī hai .
216Souls are never destroyed.
205Śhāntidhām mē̃ bhī thōṛā samay ṭhaharnā hī paṛē .
217You all have to stay in the land of peace for a short time.
206Yah bahut samajh key|kī bātē̃ haĩ .
218This is something that has to be understood.
207Kaliyug hai duḥkhdhām .
219The iron age is a land of sorrow.
208Kitnē anēk dharm haĩ , kitnā haṅgāmā hai .
220There are all the innumerable religions and there is so much upheaval.
209Jab bilkul duḥkhdhām hōtā hai tab hī bāp ātē haĩ .
221When it is a land of total sorrow, it is then that the Father comes.
210Duḥkhdhām kē bād hai full sukhdhām .
222After this land of sorrow, there will be a land of full happiness.
211Śhāntidhām sē ham ātē haĩ sukhdhām mē̃ , phir duḥkhdhām bantā hai .
223We enter that land of happiness from the land of peace. 224That then becomes a land of sorrow.
212Satyug mē̃ sampūrṇ nirvikārī , yahā̃ haĩ sampūrṇ vikārī .
225In the golden age, they are completely viceless, whereas here they are completely vicious.
213Yah samjhānā tō bahut sahaj hai nā .
226This is very easy to explain.
214Himmat chāhiē .
227Courage is needed.
215Kahā̃ bhī jākar samjhāō .
228You can go anywhere and explain to them.
216Yah bhī likhā huā hai - hanūmān satsaṅg mē̃ pīchhē juttiyō̃ mē̃ jākar baiṭhtā thā .
229It is written that Hanuman would go to spiritual gatherings and sit at the back among the shoes.
217Tō mahāvīr jō hōṅgē vah kahā̃ bhī jākar yukti sē sunē̃gē , dēkhē̃ kyā bōltē haĩ .
230Those who are brave warriors will go anywhere and listen with diplomacy to what others say.
218Tum dress badalkar kahā̃ bhī jā saktē hō , unkā kalyāṇ karnē .
231You can change your dress and go anywhere to benefit them.
219Bābā bhī gupta vēṣh mē̃ tumhārā kalyāṇ kar rahē haĩ nā .
232Baba is also benefitting you in an incognito way.
220Mandirō̃ mē̃ kahā̃ bhī nimantraṇ miltā hai tō jākar samjhānā hai .
233Whenever you receive an invitation from a temple or anywhere, go there and explain to them.
221Din-pratidin tum hōśhiyār hōtē jātē hō .
234Day by day, you are becoming cleverer.
222Sabkō bāp kā parichay tō dēnā hī hai , trial karnī hōtī hai .
235You have to give everyone the Father’s introduction. 236You have to try this out.
223Yah tō gāyā huā hai , pichhāṛī mē̃ sannyāsī , rājāyē̃ ādi āyē .
237It has been remembered that the sannyasis and the kings came at the end.
224Rājā janak kō second mē̃ jīvan-mukti milī .
238King Janak received liberation-in-life in a second.
225Vah phir jākar trētā mē̃ anujanak banā .
239He then became Anu-Janak (one who will become the future Janak) in the silver age.
226Achchhā !
240Achcha.
227Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
241To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
228Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
242The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
229Dhārṇā kē liē mukhya sār :
243Essence for dharna:
2301 ) antim vināśh key|kī scene dēkhnē kē liē apnī sthiti mahāvīr jaisī nirbhay , aḍōl banānī hai .
2441. In order to see the final scenes of destruction, make your stage fearless and unshakeable like that of Mahavir.
231Gupta yād kī yātrā mē̃ rahnā hai .
245Stay on the pilgrimage of remembrance in an incognito way.
2322 ) avyakt vatanvāsī phariśhtā bannē kē liē bēhad sēvā mē̃ dadhīchi r̥iṣhi kī tarah apnī haḍḍī-haḍḍī svāhā karnī hai .
2462. In order to become an angel, a resident of the subtle region, sacrifice your every bone in doing unlimited service, like Dadichi Rishi did.
Blessing
233Vardān : pahlī śhrīmat par viśhēṣh attention dē foundation kō majbūt banānē vālē sahajyōgī bhav
247Blessing: May you become an easy yogi and make your foundation strong by paying special attention to the first shrimat.
234Bāpdādā key|kī number one śhrīmat hai ki apnē kō ātmā samajhkar bāp kō yād karō .
248BapDada’s number one shrimat is: Consider yourself to be a soul and remember the Father.
235Yadi ātmā kē bajāē apnē kō sādhāraṇ śharīrdhārī samajhtē hō tō yād ṭik nahī̃ saktī .
249If, instead of considering yourself to be a soul, you then consider yourself to be an ordinary bodily being, you cannot have remembrance.
236Vaisē bhī kōī dō chījō̃ kō jab jōṛā jātā hai tō pahlē samān banātē haĩ , aisē hī ātmā samajhkar yād karō tō yād sahaj hō jāyēgī .
250Just as before two things are joined together, they are first made the same, in the same way, when you have remembrance while considering yourself to be a soul, your remembrance will become easy.
237Yah śhrīmat hī mukhya foundation hai .
251This shrimat is the main foundation.
238Is bāt par bār-bār attention dō tō sahajyōgī ban jāyēṅgē .
252Repeatedly pay attention to this aspect and you will become an easy yogi.
Slogan
239Slōgan : karma ātmā kā darśhan karānē vālā darpaṇ hai isliē karma dvārā śhakti svarup kō pratyakṣha karō .
253Slogan: Your karma is the mirror with which you can have a glimpse of your soul. 254Therefore, reveal your Shakti form with your actions.
255*** Om Shanti ***
240Avyakt iśhārē - is avyakti mās mē̃ bandhanmukt rah jīvanmukt sthiti kā anubhav karō
256Avyakt Signal: In this avyakt month, stay free from bondage and experience the stage of liberation in life.
241Brāhmaṇ sō phariśhtā arthāt jīvanmukt , jīvan-bandh nahī̃ .
257Brahmins means angels, that is, those who are liberated-in-life, not those who are in some bondage in life.
242Na dēh kā bandhan , na dēh K|kē sambandh kā bandhan , na dēh K|kē padārthō̃ kā bandhan .
258They have no bondages of the body, of bodily relations or physical possessions of the body.
243Agar apnī dēh kā lagāv khatm kiyā tō dēh K|kē sambandh aur padārtha kā bandhan āpē hī khatm hō jāyēgā .
259When you finish all attachment to your body, the bondages and physical possessions of the body will automatically finish.
244Aisē nahī̃ kōśhiśh karē̃gē .
260Do not say, “I will try (koshish).”
245' kōśhiśh ' śhabda hī siddh kartā hai ki purānī duniyā key|kī kaśhiśh hai isliē ' kōśhiśh ' śhabda samāpt karō . 246Dēhbhān kō chhōṛō .
261The word “try” proves that there is still a pull (kashish) to the world. 262Therefore, finish the word “try” and let go of body consciousness.