गुरुवार 22 जनवरी 2026 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

022-01-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban

022/01/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban

Essence

1 «  mīṭhē bachchē - paṛhāī aur daivī characters kā register rakhō , rōz check karō ki hamsē kōī bhūl tō nahī̃ huī ' '

1Essence: Sweet children, keep a register of both your study and your divine character. 2Check every day whether you have made a mistake.

Question

2Praśhna  : tum bachchē kis puruṣhārth sē rājāī kā tilak prāpt kar saktē hō  ?

3Question: By making which effort do you children claim a tilak for a kingdom?

Answer

3Uttar  : 1 . sadā āgyākārī rahnē kā puruṣhārth karō .

4Answer: 1. Make effort to remain constantly obedient.

4Saṅgam par farmānbardār kā ṭīkā dō tō rājāī kā tilak mil jāyēgā .

5At the confluence age, if you are given a tilak of being one who obeys orders, you will receive a tilak for a kingdom.

5Bēwaphādār arthāt āgyā kō na mānnē vālē rājāī kā tilak nahī̃ prāpt kar saktē .

6To be unfaithful means to be one who doesn’t obey orders. 7Such ones cannot receive a tilak for a kingdom.

62 . kōī bhī bīmārī surgeon sē chhipāō nahī̃ .

82. Do not hide any illness from the Surgeon.

7Chhipāyēṅgē tō pad kam hō jāyēgā .

9If you hide anything, your status will be reduced.

8Bāp jaisā pyār kā sāgar banō tō rājāī kā tilak mil jāyēgā .

10Become an ocean of love, the same as the Father, and you will receive a tilak for a kingdom.

Murli

9Ōm śhānti .

11Om shanti.

10Rūhānī bāp rūhānī bachchō̃ kō samjhā rahē haĩ , paṛhāī mānā samajh .

12The spiritual Father explains to you spiritual children: To study means to understand.

11Tum bachchē samajhtē hō yah paṛhāī bahut sahaj aur bahut ūñchī hai aur bahut ūñch pad dēnē vālī hai .

13You children understand that this study is very easy, very high and gives you a high status.

12Yah sirph tum bachchē hī jāntē hō ki yah paṛhāī ham viśhva kā mālik bannē kē liē paṛh rahē haĩ .

14Only you children know that you are studying this study in order to become the masters of the world.

13Tō paṛhnē vālō̃ kō bahut khuśhī hōnī chāhiē .

15So, those who are studying should have a lot of happiness.

14Kitnī ūñchī paṛhāī hai  !

16It is such an elevated study.

15Yah vahī gītā episode bhī hai .

17This is that same episode of the Gita.

16Saṅgamyug bhī hai .

18It is also the confluence age.

17Tum bachchē ab jagē hō , bākī sab sōyē paṛē haĩ .

19You children have now awakened whereas all the rest are still sleeping.

18Gāyan bhī hai māyā key|kī nīnd mē̃ sōyē paṛē haĩ .

20There is the saying that people are still sleeping in the sleep of Maya.

19Tumkō bābā nē ākar jagāyā hai .

21Baba has come and awakened you.

20Sirph ēk bāt par samjhātē haĩ - mīṭhē bachchē , yād kī yātrā K|kē bal sē tum sārē viśhva par rājya karō . 21Jaisē kalp pahlē kiyā thā .

22He explains to you just one thing: Sweet children, with the power of the pilgrimage of remembrance you can rule the whole world, just as you did in the previous cycle.

22Yah smr̥iti bāp dilātē haĩ .

23The Father reminds you of this.

23Bachchē bhī samajhtē haĩ hamē̃ smr̥iti I|āī|eye - kalp-kalp ham is yōgbal sē viśhva kā mālik bantē haĩ aur phir daivīguṇ bhī dhāraṇ kiyē haĩ .

24You children understand that you have now remembered how we become the masters of the world every cycle with this power of yoga and we also imbibe divine virtues.

24Yōg par hī pūrā dhyān dēnā hai .

25You have to pay full attention to yoga.

25Is yōgbal sē tum bachchō̃ mē̃ automatically daivīguṇ ā jātē haĩ .

26With this power of yoga, you children automatically develop divine virtues.

26Barōbar yah imtahān hai hī manuṣhya sē dēvtā bannē kā .

27There is truly this examination to change from human beings into deities.

27Tum yahā̃ āyē hō yōgbal sē manuṣhya sē dēvtā bannē kē liē .

28You have come here to change from human beings into deities with the power of yoga.

28Aur yah bhī jāntē hō ki hamārē yōgbal sē sārā viśhva pavitra hōnā hai .

29You also know that the whole world is to become pure through your power of yoga.

29Pavitra thā , ab apavitr banā hai .

30It was pure and it has now become impure.

30Sārē chakra K|kē rāz kō tum bachchō̃ nē samjhā hai aur dil mē̃ bhī hai .

31You children have understood the secret of the whole cycle and it is also in your hearts.

31Bhal kōī nayā hō tō bhī yah bātē̃ bahut sahaj haĩ samajhnē key|kī .

32These are very easy things to understand even for a new person who comes.

32Tum dēvtā pūjya thē , phir pujārī tamōpradhān banē aur kōī aisē batlā bhī na sakē .

33You deities were worthy of worship and you then become tamopradhan worshippers. 34No one else can tell you this.

33Bāp clear batātē haĩ vah hai bhakti mārg , yah hai gyān mārg .

35The Father tells you clearly: That is the path of devotion and this path is of this knowledge.

34Bhakti past hō gaī .

36Devotion is now in the past.

35Past key|kī bāt chitavō nahī̃ .

37Do not remember things of the past.

36Vō tō girnē key|kī bāt hai .

38Those are things to make you fall.

37Bāp ab chaṛhnē key|kī bātē̃ sunā rahē haĩ .

39The Father is now telling you things for ascending.

38Bachchē bhī jāntē haĩ - hamkō daivīguṇ dhāraṇ karnē hai jarūr .

40You children know that you definitely have to imbibe divine virtues.

39Rōz chart likhnā chāhiē - ham kitnā samay yād mē̃ rahtē haĩ  ?

41You should write your chart every day: For how long did I stay in remembrance?

40Hamārē sē kyā kyā bhūlē̃ huī  ?

42What mistakes did I make?

41Bhūl key|kī bhārī chōṭ bhī lagtī hai , us paṛhāī mē̃ bhī characters dēkhē jātē haĩ .

43One is very badly hurt by the mistakes one makes. 44In those studies, one’s character is also considered.

42Ismē̃ bhī character dēkhā jātā hai .

45Here, too, your characters are seen.

43Bāp tō tumhārē kalyāṇ kē liē hī kahtē haĩ .

46The Father is only telling you this for your benefit.

44Usmē̃ bhī register rakhtē haĩ - paṛhāī kā aur character kā .

47Here, too, a register is kept of how you study and your characters.

45Yahā̃ bhī bachchō̃ kā daivī character banānā hai .

48Here, too, the children’s characters have to be made divine.

46Bhūl na hō , yah sambhāl karnī hai .

49You have to be careful that you don’t make a mistake.

47Mērē sē kōī bhūl tō nahī̃ huī  ?

50I didn’t make any mistakes, did I?

48Isliē kachahrī bhī kartē haĩ .

51This is why a court is held.

49Aur kōī school ādi mē̃ kachahrī nahī̃ hōtī .

52A court is not held in any other school.

50Apnē dil sē pūchhnā hai .

53You have to ask your heart.

51Bāp nē samjhāyā hai māyā K|kē kāraṇ kuchh-na-kuchh avagyāyē̃ hōtī rahtī haĩ .

54The Father has explained that, because of Maya, there is one or another form of disobedience.

52Śhurū mē̃ bhī kachahrī hōtī thī .

55A court used to be held in the beginning too.

53Bachchē sach batātē thē .

56Children would tell the truth.

54Bāp samjhātē rahtē haĩ - agar sach na batāyā tō vah bhūlē̃ vr̥iddhi kō pātī rahē̃gī . 55Ulṭā aur bhūl kā daṇḍ mil jātā hai .

57The Father continues to explain to you: If you don’t tell the truth, those mistakes will then continue to grow, and you will receive even more punishment for the mistakes you make for no reason.

56Bhūl na batānē sē phir nāpharamānabaradār kā ṭīkā lag jātā hai .

58By not telling Baba about your mistakes, you receive a tilak of being disobedient.

57Phir rājāī kā tilak mil na sakē .

59You cannot then receive a tilak for a kingdom.

58Āgyā nahī̃ māntē haĩ , bēwaphādār bantē haĩ tō rājāī pā nahī̃ saktē .

60If you don’t obey orders and you are unfaithful, you cannot claim a kingdom.

59Surgeon bhinn-bhinn prakār sē samjhātē rahtē haĩ .

61The Surgeon continues to explain to you in different ways.

60Surgeon sē agar bīmārī chhipāyēṅgē tō pad bhī kam hō jāyēgā .

62If you hide your illness from the Surgeon, your status will be reduced.

61Surgeon kō batānē sē kōī mār tō nahī̃ paṛtī hai nā .

63You won’t be beaten if you tell the Surgeon.

62Bāp sirph kahē̃gē sāvdhān .

64The Father would simply say: Be careful!

63Phir agar aisī bhūl karē̃gē tō nuksān kō pāyēṅgē . 64Pad bahut kam hō jāyēgā .

65If you make such a mistake again, you will incur a loss; your status will become very low.

65Vahā̃ tō natural daivī chalan hōgī .

66There, they will naturally have divine activities.

66Yahā̃ puruṣhārth karnā hai .

67Here, you have to make effort.

67Ghaṛī-ghaṛī fail nahī̃ hōnā hai .

68You must not repeatedly fail.

68Bāp kahtē haĩ - bachchē , jāstī bhūl na karō .

69The Father says: Children, do not make any mistakes.

69Bāp bahut pyār kā sāgar hai .

70The Father is the Ocean of a lot of love.

70Bachchō̃ kō bhī bannā hai .

71Children, you too also have to become that.

71Yathā bāp tathā bachchē .

72As is the Father, so are the children.

72Yathā rājā rānī tathā prajā .

73As are the king and queen, so are the subjects.

73Bābā tō rājā hai nahī̃ .

74Baba is not a king.

74Tum jāntē hō bābā hamkō āp samān banātē haĩ .

75You know that Baba is making you the same as He is.

75Bāp key|kī jō mahimā kartē haĩ , vah tumhārī bhī hōnī chāhiē .

76The praise that is sung of the Father should also be your praise.

76Bābā samān bannā hai .

77You have to become equal to Baba.

77Māyā baṛī prabal hai , tumkō register rakhnē nahī̃ dētī hai .

78Maya is very powerful: she doesn’t allow you to keep your register.

78Māyā K|kē phãdē mē̃ tō pūrē phansē huē hō .

79You are totally trapped in Maya’s claws.

79Māyā key|kī jēl sē tum nikal nahī̃ saktē hō .

80You cannot come out of Maya’s jail.

80Sach batātē nahī̃ hō .

81You don’t tell the truth.

81Tō bāp kahtē haĩ accurate yād kā chart rakhō .

82So, the Father says: Keep an accurate chart of remembrance.

82Subah kō uṭh bābā kō yād karō .

83Wake up early in the morning and remember Baba.

83Bāp key|kī hī mahimā karō .

84Praise only the Father.

84Bābā , āp hamkō viśhva kā mālik banātē hō tō ham āpkī mahimā karē̃gē .

85Baba, You make us into the masters of the world, and so we will praise You.

85Bhakti mārg mē̃ kitnī mahimā gātē haĩ , unkō tō kuchh bhī patā nahī̃ .

86People sing so much praise on the path of devotion; they don’t know anything.

86Dēvtāō̃ key|kī mahimā hai nahī̃ .

87There is no praise of the deities.

87Mahimā hai tum brāhmaṇō̃ key|kī .

88The praise is of you Brahmins.

88Sabkō sadgati dēnē vālā bhī ēk bāp hai .

89It is the one Father who grants everyone salvation.

89Vah creator bhī hai , director bhī hai .

90He is the Creator and also the Director.

90Service bhī kartē haĩ aur bachchō̃ kō samjhātē bhī haĩ .

91He does service and also explains to you children.

91Practical mē̃ kahtē haĩ .

92He tells you everything practically.

92Vō tō sirph bhagvānuvāch suntē rahtē haĩ śhāstrō̃ sē .

93Those people simply continue to listen to the versions of God from the scriptures.

93Gītā paṛhtē ātē haĩ phir unsē miltā kyā hai  ?

94They have been reading the Gita, but what do they receive from that?

94Kitnā prēm sē baiṭh paṛhtē haĩ , bhakti kartē haĩ , patā nahī̃ paṛtā ki insē kyā hōgā  !

95They sit and study that with so much love; they perform devotion and yet they don’t know what they will receive from it.

95Yah nahī̃ jāntē ki ham nīchē hī sīṛhī utar rahē haĩ .

96They don’t know that they are continuing to come down the ladder.

96Din-pratidin tamōpradhān bannā hī hai . 97Drama mē̃ nūndh hī aisī hai .

97Day by day, they have to become tamopradhan; it is fixed in the drama.

98Is sīṛhī kā rāz sivāē bāp K|kē kōī samjhā na sakē .

98No one, except the Father, can tell you the secret of this ladder.

99Śhivbābā hī brahmā dvārā samjhātē haĩ .

99Only Shiv Baba explains to you through Brahma.

100Yah bhī insē samajhkar phir tumkō samjhātē haĩ .

100This one also understands from that One and he then explains to you.

101Mūl baṛā teacher , baṛā surgeon tō bāp hī hai .

101The Father is the main, senior Teacher and the Surgeon.

102Unkō hī yād karnā hai .

102You have to remember Him alone.

103Aisē nahī̃ kahtē ki brāhmaṇī kō yād karō .

103He doesn’t tell you to remember your Brahmin teacher.

104Yād tō ēk key|kī rakhnī hai .

104You have to remember just the One.

105Kabhī bhī kisī kē sāth mōh nahī̃ rakhnā hai .

105Do not have attachment to anyone.

106Ēk bāp sē hī śhikṣhā lēnī hai .

106Take teachings from only the one Father.

107Nirmōhī bhī bannā hai .

107You also have to become free from attachment.

108Ismē̃ baṛī mēhnat chāhiē .

108This requires a lot of effort.

109Sārī purānī duniyā sē vairāgya .

109You have disinterest in the whole of the old world.

110Yah tō ḵẖatm huī paṛī hai .

110This world is already finished.

111Ismē̃ lav|love vā āsakti kuchh bhī nahī̃ .

111You don’t have any love or attraction to it.

112Kitnē baṛē-baṛē makān ādi banātē rahtē haĩ .

112They continue to build so many big buildings, etc.

113Unhō̃ kō yah bhī patā nahī̃ ki yah purānī duniyā bākī kitnā samay hai .

113They don’t know how much longer this old world will remain.

114Tum bachchē ab jagē hō aurō̃ kō bhī jagātē hō .

114You children have now awakened and you also awaken others.

115Bāp ātmāō̃ kō hī jagātē haĩ , ghaṛī-ghaṛī kahtē haĩ apnē kō ātmā samjhō .

115The Father only awakens souls. 116He repeatedly tells you: Consider yourselves to be souls.

116Śharīr samajhtē hō tō jaisē sōyē paṛē hō .

117By considering yourselves to be bodies, it is as though you are still asleep.

117Apnē kō ātmā samjhō aur bāp kō bhī yād karō .

118Consider yourselves to be souls and also remember the Father.

118Ātmā patit hai tō śharīr bhī patit miltā hai .

119When a soul is impure, he receives an impure body.

119Ātmā pāvan tō śharīr bhī pāvan miltā hai .

120When a soul is pure, he receives a pure body.

120Bāp samjhātē haĩ tum hī is dēvī-dēvtā gharānē K|kē thē . 121Phir tum hī ban jāyēṅgē .

121The Father explains: You belonged to that deity clan and you will then become that again.

122Kitnā sahaj hai .

122It is so easy!

123Aisē bēhad K|kē bāp kō ham kyō̃ nahī̃ yād karē̃gē .

123Why would we not remember such an unlimited Father?

124Subah uṭhkar bhī bāp kō yād karō .

124Wake up in the morning and remember the Father.

125Bābā āpkī tō kamāl hai , āp hamkō kitnā ūñch dēvī-dēvtā banākar phir nirvāṇdhām mē̃ baiṭh jātē hō .

125Baba, it is Your wonder. 126You make us into such elevated deities and you then go and sit in the land of nirvana.

126Itnā ūñch tō kōī banā na sakē .

127No one else can make us as elevated.

127Āp kitnā sahaj kar batlātē hō .

128You tell us everything so easily.

128Bāp kahtē haĩ - jitnā time milē , kāmkāj kartē huē bhī bāp kō yād kar saktē hō .

129The Father says: Whatever time you have, even whilst doing your work, you can remember the Father.

129Yād hī tumhārā bēṛā pār karnē vālī hai arthāt kaliyug sē us pār śhivālay mē̃ lē jānē vālī hai .

130It is only remembrance that will make your boat go across, that is, it will take you from this iron age to the land of Shiva.

130Śhivālay kō bhī yād karnā hai , śhivbābā kā sthāpan kiyā huā svarg - tō dōnō̃ key|kī yād ātī hai .

131You also have to remember the land of Shiva, the heaven that Shiv Baba established. 132So, you remember both.

131Śhivbābā kō yād karnē sē ham svarg K|kē mālik banē̃gē .

133We will become the masters of heaven by remembering Shiv Baba.

132Yah paṛhāī hai hī naī duniyā kē liē .

134This study is for the new world.

133Bāp bhī naī duniyā sthāpan karnē ātē haĩ .

135The Father comes here to establish the new world.

134Jarūr bāp ākar kōī tō kartavya karē̃gē nā .

136The Father would definitely come and perform some task too.

135Tum dēkhtē bhī hō maĩ part bajā rahā hū̃ , drama K|kē plan anusār .

137You can see that I am playing My part according to the drama plan.

136Tum bachchō̃ kō 5 hazār varṣh pahlē vālī yād kī yātrā aur ādi-madhy-ant kā rāz batātā hū̃ .

138I am telling you children the secret of the pilgrimage of remembrance and the beginning, the middle and the end of 5000 years.

137Tum jāntē hō her|har 5 hazār varṣh kē bād bābā hamārē sammukh ātā hai .

139You know that Baba comes personally in front of you every 5000 years.

138Ātmā hī bōltī hai , śharīr nahī̃ bōlēgā .

140It is the soul who speaks, the body doesn’t speak.

139Bāp bachchō̃ kō śhikṣhā dētē haĩ - ātmā kō hī pure banānā hai .

141The Father gives teachings to you children: It is the soul who must be made pure.

140Ātmā kō ēk bār hī pure hōnā hōtā hai .

142It is only once that the soul has to become pure.

141Bābā kahtē haĩ mainnē anēk bār tumkō paṛhāyā phir bhī paṛhāūṅgā .

143Baba says: I have taught you many times and will teach you again.

142Aisē kōī sanyāsī kah na sakē .

144None of the sannyasis can say this.

143Bāp hī kahtē haĩ - bachchē , maĩ drama K|kē plan anusār paṛhānē āyā hū̃ . 144Phir 5 hazār varṣh kē bād aisē hī ākar paṛhāūṅgā , jaisē kalp pahlē tumkō paṛhākar rājdhānī sthāpan kī thī , anēk bār tumkō paṛhākar rājāī sthāpan kī hai .

145Only the Father says: Children, I have come to teach you according to the drama plan and then I will come and teach you in the same way in 5000 years’ time, just as I taught you in the previous cycle and established the kingdom. 146I have taught you many times and established the kingdom.

145Yah kitnī wonderful bātē̃ bāp samjhātē haĩ .

147These things that the Father explains are so wonderful.

146Śhrīmat kitnī śhrēṣhṭh hai .

148Shrimat is so elevated.

147Śhrīmat sē hī ham viśhva K|kē mālik bantē haĩ .

149It is only by following shrimat that you become the masters of the world.

148Bahut-bahut baṛā martabā hai  !

150It is a very high status.

149Kōī kō baṛī lottery miltī hai tō māthā kharāb hō jātā hai .

151When someone wins a huge lottery, his head is spoilt.

150Kōī chaltē-chaltē hopeless hō jātē haĩ . 151Ham paṛh nahī̃ saktē .

152Some become hopeless whilst moving along: I cannot study any more.

152Ham viśhva kī bādśhāhī kaisē lē̃gē .

153How can I claim the sovereignty of the world?

153Tum bachchō̃ kō bahut khuśhī hōnī chāhiē .

154You children should have a lot of happiness.

154Bābā kahtē haĩ atīndriya sukh aur khuśhī key|kī bātē̃ mērē bachchō̃ sē pūchhō .

155Baba says: Ask My children about supersensuous joy and happiness.

155Tum jātē hō sabkō khuśhī key|kī bātē̃ sunānē .

156You go to tell everyone things of happiness.

156Tum hī viśhva K|kē mālik thē phir 84 janm bhōg gulām banē hō .

157You were the masters of the world and then, after taking 84 births, you have become slaves.

157Gātē bhī haĩ maĩ gulām , maĩ gulām tērā .

158They sing, “I am Your slave. 159I am Your slave.”

158Samajhtē haĩ apnē kō nīch kahnā , chhōṭā hōkar chalnā achchhā hai .

160They believe that to call themselves degraded and to consider themselves to be small is good.

159Dēkhō , bāp kaun hai  !

161Look who the Father is!

160Unkō kōī jāntē nahī̃ .

162No one knows Him.

161Unkō bhī sirph tumnē jānā hai .

163Only you now know Him.

162Bābā kaisē ākar sabkō bachchā-bachchā kah samjhātē haĩ .

164Baba comes and explains to all of you and calls you, “Child, child.”

163Yah ātmā aur paramātmā kā mēlā hai .

165This is the meeting of souls with the Supreme Soul.

164Unsē hamkō svarg kī bādśhāhī miltī hai .

166We receive the sovereignty of heaven from Him.

165Bākī gaṅgā snān ādi karnē sē kōī svarg kī rājāī nahī̃ miltī .

167No one can receive the kingdom of heaven by bathing in the River Ganges.

166Gaṅgā snān tō bahut bār kiyā .

168You have bathed in the Ganges many times.

167Yū̃ tō pānī sāgar sē ātā hai parantu yah barsāt kaisē paṛtī hai , inkō bhī kudrat kahē̃gē .

169In fact, water comes from the ocean, but how this rain falls is also a wonder of nature.

168Is samay bāp tumkō sab kuchh samjhātē haĩ .

170At this time, the Father is explaining everything to you.

169Dhārṇā bhī ātmā hī kartī hai , na ki śharīr .

171It is the soul, not the body, who imbibes.

170Tum feel kartē hō barōbar bābā nē hamkō kyā sē kyā banā diyā hai  !

172You can feel, “Truly, look at what Baba has made me from what I was.”

171Ab bāp kahtē haĩ - bachchē , apnē par rahm karō .

173The Father now says: Children, have mercy on yourselves.

172Kōī avagyā na karō .

174Do not be disobedient.

173Dēh-abhimānī mat banō .

175Do not become body conscious.

174Mupht apnā pad cum|kam kar dēgē .

176You will lose your status for no reason.

175Teacher tō samjhāyēṅgē nā .

177The Teacher would explain to you.

176Tum jāntē hō bāp bēhad kā teacher hai .

178You know that the Father is the unlimited Teacher.

177Duniyā mē̃ kitnī ḍhēr bhāṣhāyē̃ haĩ .

179There are so many languages in the world.

178Kōī bhī chīj chhaptī hai tō sab bhāṣhāō̃ mē̃ chhapānī chāhiē .

180If anything is printed, it should be printed in all languages.

179Kōī literature chhapātē hō tō sabkō ēk-ēk kāpī bhēj dō .

181When you have literature printed, send everyone a copy.

180Ēk-ēk copy library mē̃ bhēj dēnī chāhiē .

182One copy should also be sent to the library.

181Kharchē key|kī bāt nahī̃ .

183There is no question of expense in this.

182Bābā kā bhaṇḍārā bahut bhar jāyēgā .

184Baba’s treasure box will become very full.

183Paisā apnē pās|pass rakhkar kyā karē̃gē .

185What would you do by keeping the money with you?

184Ghar tō nahī̃ lē jāyēṅgē .

186You would not take it with you to your home.

185Agar kuchh ghar lē jāyē̃ tō paramātmā K|kē yagya key|kī chōrī hō jāyē .

187If you take anything home with you, that would be stealing from Shiv Baba’s sacrificial fire.

186Tōbā̃-tōbā̃ , aisī buddhi śhal kiskī na hō .

188That would be a great mistake. 189Let no one have an intellect like that.

187Paramātmā K|kē yagya key|kī chōrī  ! 188Un jaisā mahān pāp ātmā kōī hō na sakē .

190There cannot be any greater sinful soul than one who steals from God’s sacrificial fire.

189Kitnī adhamgati hō jātī hai .

191He would reach a completely degraded stage.

190Bāp kahtē haĩ yah sab drama mē̃ part hai .

192The Father says: All of this is part of the drama.

191Tum rājāī karē̃gē vah tumhārē servant banē̃gē .

193You will then rule and they will become servants.

192Servant bigar rājāī kaisē chalēgī  !

194How would the kingdom continue without servants?

193Kalp pahlē bhī aisē hī sthāpanā huī thī .

195Establishment had taken place in the same way.

194Ab bāp kahtē haĩ - apnā kalyāṇ karnā chāhtē hō tō śhrīmat par chalō .

196The Father now says: If you want to benefit yourself, follow shrimat.

195Daivīguṇ dhāraṇ karō .

197Imbibe divine virtues.

196Krōdh karnā daivīguṇ nahī̃ hai . 197Vah āsurī guṇ hō jātā hai .

198To get angry is not a divine virtue; it is a devilish trait.

198Kōī krōdh karē tō chup kar dēnā chāhiē .

199If someone is getting angry, you should quieten him down.

199Response nahī̃ karnā chāhiē .

200You should not respond to him.

200Har ēk key|kī chalan sē samajh saktē haĩ , avguṇ tō sabmē̃ haĩ .

201You can understand from each one’s behaviour. 202Everyone has devilish traits.

201Jab kōī krōdh kartē haĩ tō unkī śhakla tāmbē jaisī hō jātī hai .

203When someone is angry, his face becomes as red as copper.

202Mukh sē bomb chalātē haĩ . 203Apnā hī nuksān kar dētē haĩ . 204Pad bhraṣhṭa hō jāyēgā .

204They drop bombs with their words; they cause a loss for themselves and their status is destroyed.

205Samajh hōnī chāhiē .

205You should have understanding.

206Bāp kahtē haĩ jō pāp karma kartē hō , vah likh dō .

206The Father says: Write down the sins you have committed.

207Bābā kō batānē sē māph hō jāyēgā . 208Bōjh halkā hō jāyēgā .

207By telling Baba about it, you will be forgiven and your burden will be lightened.

209Janma-janmāntar sē tum vikār mē̃ jānē lagē hō .

208You have been indulging in vice for birth after birth.

210Is samay tum kōī pāp karma karē̃gē tō sauguṇā hō jāyēgā .

209If you commit any sin at this time, one hundred-fold punishment will be accumulated.

211Bāp kē āgē bhūl key|kī tō sauguṇā daṇḍ paṛ jāyēgā .

210If you make a mistake in front of the Father, there will be one hundred-fold punishment.

212Kiyā aur batāyā nahī̃ tō aur hī vr̥iddhi hō jāyēgī .

211If you do something and don’t tell Baba about it, it will increase.

213Bāp tō samjhāyēṅgē ki apnē kō nuksān nahī̃ pahuñchāō .

212The Father would explain: Do not cause yourself a loss.

214Bāp bachchō̃ key|kī buddhi sālim ( achchhī ) banānē āyē haĩ .

213The Father has come to make the intellects of you children very good.

215Jāntē haĩ yah kaisā pad pāyēṅgē . 216Vah bhī 21 janmō̃ key|kī bāt hai .

214He knows what status you will claim, and that is also a matter for 21 births.

217Jō serviceable bachchē haĩ , unkā svabhāv bahut mīṭhā chāhiē .

215The nature of serviceable children has to be very sweet.

218Kōī jhaṭ bāp kō batlātē haĩ - bābā yah bhūl huī .

216Some instantly tell the Father: Baba, I made this mistake.

219Bābā khuśh hōtē haĩ .

217Baba is pleased with them.

220Bhagvān khuśh huā tō aur kyā chāhiē . 221Yah tō bāp teacher gurū tīnō̃ hī hai .

218That One is the Father, Teacher and Guru, all three. 219When God is pleased with you, what more could you want?

222Nahī̃ tō tīnō̃ hī nārāz hōṅgē .

220Otherwise, all three would be upset.

223Achchhā  !

221Achcha.

224Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .

222To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.

225Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .

223The spiritual Father says namaste to you spiritual children.

Essence for dharna

226Dhārṇā kē liē mukhya sār  :

224Essence for dharna:

2271 ) śhrīmat par chal apnī buddhi sālim ( achchhī ) rakhnī hai .

2251. Follow shrimat and keep your intellect good.

228Kōī bhī avagyā nahī̃ karnī hai .

226Do not disobey any orders.

229Krōdh mē̃ ākar mukh sē bomb nahī̃ nikālnā hai , chup rahnā hai .

227Do not get angry and drop bombs with your words. 228Remain silent.

2302 ) dil sē ēk bāp key|kī mahimā karnī hai .

2292. Praise the one Father from your heart.

231Is purānī duniyā sē āsakti vā pyār nahī̃ rakhnā hai .

230Do not have any attraction or love for this old world.

232Bēhad kā vairāgī aur nirmōhī bannā hai .

231Be one with unlimited disinterest and remain free from attachment.

Blessing

233Vardān  : yād K|kē ādhār dvārā māyā key|kī kīchaṛ sē parē rahnē vālē sadā cheerful bhav

232Blessing: May you be constantly cheerful by remaining beyond the rubbish of Maya on the basis of remembrance.

234Kōī kaisī bhī bāt sāmnē āyē sirph bāp kē ūpar chhōṛ dō .

233No matter what situation comes in front of you, leave it to the Father.

235Jigar sē kahō - ṭhabābā ' ' . 236Tō bāt khatm hō jāyēgī .

234Say “Baba” from your heart and the situation will finish.

237Yah bābā śhabda dil sē kahnā hī jādū hai .

235To say the word “Baba” from your heart is magic.

238Māyā pahlē-pahlē bāp kō hī bhulātī hai isliē sirph is bāt par attention dō tō kamal puṣhp K|kē samān apnē kō anubhav karē̃gē .

236Maya, first of all, makes you forget the Father, so you must therefore simply pay attention to this aspect and you will then experience yourself to be like a lotus.

239Yād K|kē ādhār par māyā K|kē samasyāō̃ key|kī kīchaṛ sē sadā parē rahē̃gē .

237On the basis of remembrance, you can remain constantly beyond the rubbish of the problems of Maya.

240Kabhī kisī bhī bāt mē̃ halchal mē̃ nahī̃ āyēṅgē , sadā ēk hī mood|mūḍ hōgī cheerful .

238You would then never have any upheaval and constantly have one mood of being cheerful.

Slogan

241Slōgan  : pavitratā key|kī dhārṇā vā dharm kō jīvan mē̃ lānē vālē hī mahān ātmā haĩ .

239Slogan: Those who put the inculcation and religion (dharna and dharma) of purity into their lives are great souls.

240*** Om Shanti ***

242Avyakt iśhārē - is avyakti mās mē̃ bandhanmukt rah jīvanmukt sthiti kā anubhav karō

241Avyakt Signal: In this avyakt month, stay free from bondage and experience the stage of liberation in life.

243Svayã kō bandhanō̃ sē mukt karnē kē liē apnī chalan kō aur jō kaṛā saṅskār hai usē change karō .

242In order to free yourself from all bondages, change your behaviour and your harsh sanskars.

244Bandhan ḍālnē vālē apnā kām karē̃ , āp apnā kām karō .

243Let those who create bondages do their own work and you do your own work.

245Unkē kām kō dēkh ghabrāō nahī̃ .

244When you see their work, do not be afraid.

246Jitnā vō apnā kām force sē kar rahē haĩ , āp apnā force sē karō .

245To the extent that they are doing their work with force, so you do your own work with your force.

247Unkē guṇ uṭhāō ki vah kaisē apnā kartavya kar rahē haĩ , āp bhī karō .

246Pick up the virtues of seeing how they do their duty, so that you also do your own duty.

248Apnē kō bandhanō̃ sē mukt karnē key|kī yukti rachō .

247Create methods to free yourself from bondages.