शनिवार 24 जनवरी 2026 की दैनिक मुरली
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट पढ़ सकते हैं।
बिना इंटरनेट पढ़ने के लिए ।
सहेजा जा रहा है…
अब आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
आप यह मुरली बिना इंटरनेट सुन सकते हैं।
बिना इंटरनेट सुनने के लिए ।
दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।
हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।
लिप्यंतरण कैसे पढ़ें
यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।
| ISO 15919 | इस साइट पर |
|---|---|
| c | ch |
| ś | śh |
| ṣ | ṣh |
| r̥ | r̥i |
पढ़ने के कुछ संकेत:
- ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
- ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
- स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।
024-01-2026 prātaḥmurlī ōm śhānti " bāpdādā " ' madhuban
024/01/26 Morning Murli Om Shanti BapDada Madhuban
Essence
1 « mīṭhē bachchē - bāp tumhē̃ jō paṛhāī paṛhātē haĩ vah buddhi mē̃ rakh sabkō paṛhānī hai , har ēk kō bāp kā aur sr̥iṣhṭi chakra kā parichay dēnā hai ' '
1Essence: Sweet children, keep the study that the Father teaches you in your intellects and teach it to others. 2Give everyone the introduction of the Father and the world cycle.
Question
2Praśhna : ātmā satyug mē̃ bhī part bajātī aur kaliyug mē̃ bhī lēkin antar kyā hai ?
3Question: Souls play their parts in the golden age and also in the iron age, but what is the difference?
Answer
3Uttar : satyug mē̃ jab part bajātī hai tō usmē̃ kōī pāp karma nahī̃ hōtā hai , her|har karma vahā̃ akarma hō jātā hai kyōṅki rāvaṇ nahī̃ hai .
4Answer: When souls play their parts in the golden age, they don’t perform any sinful actions; every action there is neutral because Ravan doesn’t exist there.
4Phir kaliyug mē̃ jab part bajātī hai tō her|har karma vikarma vā pāp ban jātā hai kyōṅki yahā̃ vikār haĩ .
5Then, when souls play their parts in the iron age, every action is sinful, because vices exist here.
5Abhī tum hō saṅgam par . 6Tumhē̃ sārā gyān hai .
6You are now at the confluence age and you have all of this knowledge.
Murli
7Ōm śhānti .
7Om shanti.
8Ab yah tō bachchē jāntē haĩ ki ham bābā K|kē sāmnē baiṭhē haĩ .
8You children know that you are sitting in front of Baba.
9Bābā bhī jāntē haĩ - bachchē hamārē sāmnē baiṭhē haĩ .
9Baba too knows that you children are sitting in front of Him.
10Yah bhī tum jāntē hō - bāp hamkō śhikṣhā dētē haĩ , jō phir aurō̃ kō dēnī hai .
10You also know that the Father is giving you teachings, which you then have to give to others.
11Pahlē-pahlē tō bāp kā hī parichay dēnā hai kyōṅki sab bāp kō aur bāp key|kī śhikṣhā kō bhūlē huē haĩ .
11First of all, give them the Father’s introduction, because everyone has forgotten the Father and His teachings.
12Abhī jō bāp paṛhātē haĩ , yah paṛhāī phir 5 hazār varṣh bād milēgī .
12The teachings that the Father is now giving you will be given again after 5000 years.
13Yah gyān aur kōī kō hai nahī̃ .
13No one else has this knowledge.
14Mukhya huā bāp kā parichay .
14The main thing is the Father’s introduction.
15Phir yah bhī samjhānā hai ham sab bhāī haĩ .
15You then have to explain that we are all brothers.
16Sārī duniyā key|kī jō sab ātmāyē̃ haĩ , sab āpas mē̃ bhāī haĩ .
16All the souls of the whole world are also brothers.
17Sab apnā milā huā part is śharīr dvārā bajātē haĩ .
17Everyone is playing the part he has received through his body.
18Ab tō bāp āyē haĩ naī duniyā mē̃ lē jānē kē liē , jiskō svarg kahā jātā hai .
18The Father has now come to send you to the new world which is called heaven.
19Parantu ham sab bhāī patit haĩ , ēk bhī pāvan nahī̃ .
19However, all of us brothers are impure; not a single one is pure.
20Sabhī patitō̃ kō pāvan banānē vālā hai hī ēk bāp .
20Only the one Father is the Purifier of all the impure ones.
21Yah hai hī patit , vikārī , bhraṣhṭāchārī rāvaṇ key|kī duniyā .
21This is the impure, vicious, corrupt world of Ravan.
22Rāvaṇ kā arth|earth hī hai 5 vikār strī mē̃ , 5 vikār puruṣh mē̃ .
22Ravan means the five vices of women and the five vices of men.
23Bābā bahut simple rīti samjhātē haĩ .
23Baba explains in a very simple way.
24Tum bhī aisē samjhā saktē hō .
24You too can explain in the same way.
25Tō pahlē-pahlē yah samjhāō ham ātmāō̃ kā vah bāp hai .
25Therefore, first of all, explain that He is the Father of us souls.
26Ham sab brothers haĩ .
26We are all brothers.
27Pūchhō yah ṭhīk hai ?
27Ask them if this is OK.
28Likhō - ham sab bhāī haĩ . 29Hamārā bāp bhī ēk hai , ham sab souls kā vah hai supreme soul , unkō father kahā jātā hai .
28Tell them to write down that we are all brothers and that our Father is One. 29He is the Supreme Soul of all of us souls. 30He is called the Father.
30Yah pakkā-pakkā buddhi mē̃ biṭhāō tō sarvavyāpī ādi pahlē nikal jāē .
31Make this sit in their intellects firmly and then the notion of omnipresence can be removed.
31Alpha pahlē paṛhnā hai .
32First of all, teach them about Alpha.
32Bōlō , yah achchhī rīti baiṭh likhō . 33Āgē sarvavyāpī kahtā thā , ab samajhtā hū̃ ki sarvavyāpī nahī̃ hai . 34Ham sab bhāī haĩ , sab ātmāyē̃ kahtī haĩ - god father , parampitā .
33Tell them: Write this down clearly: Previously, I used to say that He was omnipresent, but I now understand that He is not omnipresent and that we are all brothers. 34All souls speak of God, the Father, the Supreme Father.
35Pahlē tō yah niśhchay biṭhānā hai ki ham ātmā haĩ , paramātmā nahī̃ haĩ . 36Na hamārē mē̃ paramātmā vyāpak hai .
35First of all, instil the faith in them that they are souls and not the Supreme Soul and that God is not present in us.
37Sabmē̃ ātmā vyāpak hai .
36A soul is present in each one.
38Ātmā śharīr K|kē ādhār sē part bajātī hai , yah pakkā karāō .
37Souls play their parts with the support of their bodies. 38Make this very firm.
39Achchhā , phir vah bāp sr̥iṣhṭi K|kē ādi-madhy-ant kā gyān bhī sunātē haĩ , aur tō kōī bhī jāntē nahī̃ ki is sr̥iṣhṭi chakra key|kī age|as kitnī hai .
39Achcha, the Father then also gives us the knowledge of the beginning, the middle and the end of the world. 40No one else knows what the age of this world cycle is.
40Bāp hī teacher K|kē rūp mē̃ baiṭh samjhātē haĩ .
41Only the Father explains this to us while He sits in the form of the Teacher.
41Lākhō̃ varṣh key|kī tō bāt hī nahī̃ .
42It is not a question of hundreds of thousands of years.
42Yah chakra anādi , accurate banā-banāyā hai , iskō jānnā paṛē .
43This cycle is accurate and predestined. 44You have to understand this.
43Satyug-trētā past huē , note karō .
45Note down that the golden and silver ages have now become the past.
44Uskō kahā jātā hai svarg aur semi svarg . 45Jahā̃ dēvī-dēvatāō̃ kā rājya chaltā hai , vah 16 kalā , vah 14 kalā .
46They are called heaven and semi-heaven where there is the kingdom of deities. 47One has 16 celestial degrees and the other has 14 degrees.
46Dhīrē-dhīrē kalāyē̃ kam hōtī jātī haĩ . 47Duniyā purānī tō jarūr hōgī nā .
48The degrees continue to decrease gradually; the world definitely becomes old.
48Satyug kā prabhāv bahut bhārī hai .
49The impact of the golden age is very great.
49Nām hī hai svarg , heaven , naī duniyā … uskī hī mahimā karnī hai .
50The very name is heaven, the new world. 51You just have to praise it.
50Naī duniyā mē̃ hai hī ēk ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm .
52In that new world, there is just the one original, eternal, deity religion.
51Pahlē bāp kā parichay phir chakra kā parichay diyā jātā hai .
53First, give the Father’s introduction and then that of the world cycle.
52Chitra bhī tumhārē pās|pass haĩ - niśhchay karānē kē liē .
54You also have pictures to enable them to have faith.
53Yah sr̥iṣhṭi kā chakra phirtā rahtā hai .
55This world cycle continues to turn.
54Satyug mē̃ lakṣhmī-nārāyaṇ kā rājya thā , trētā mē̃ rām-sītā kā .
56In the golden age it was the kingdom of Lakshmi and Narayan, and in the silver age it was the kingdom of Rama and Sita.
55Yah huā ādhākalp , dō yug past huē phir ātā hai dvāpar-kaliyug .
57That is half the cycle. 58After those two ages have passed, the copper and iron ages come.
56Dvāpar mē̃ rāvaṇ rājya .
59The kingdom of Ravan begins in the copper age.
57Dēvtā vām mārg mē̃ chalē jātē haĩ tō vikār key|kī system ban jātī hai .
60The system of vices is created when the deities go onto the path of sin.
58Satyug-trētā mē̃ sab nirvikārī rahtē haĩ .
61In the golden and silver ages, all are viceless.
59Ēk ādi sanātan dēvī-dēvtā dharm rahtā hai .
62There is just the original, eternal, deity religion there.
60Chitra bhī dikhānā hai , orally bhī samjhānā hai . 61Bāp hamkō teacher ban aisē paṛhātē haĩ .
63Show everyone these pictures and also explain to them orally how the Father has become our Teacher and teaches us in this way.
62Bāp apnā parichay khud hī ākar dētē haĩ .
64The Father Himself comes and gives His own introduction.
63Khud kahtē haĩ maĩ ātā hū̃ patitō̃ kō pāvan banānē tō mujhē śharīr jarūr chāhiē .
65He Himself says: I come to purify the impure. 66Therefore, I definitely need a body.
64Nahī̃ tō bāt kaisē karū̃ .
67Otherwise, how could I speak?
65Maĩ chaitanya hū̃ , sat hū̃ aur amar hū̃ .
68I am the Living Being, the Truth and the Immortal One.
66Ātmā satō , rajō , tamō mē̃ ātī hai .
69Souls go through the stages of sato, rajo and tamo.
67Ātmā hī pāvan aur patit bantī hai isliē kahā jātā hai patit ātmā , pāvan ātmā .
70It is souls who become pure and impure, and this is why it is said: “Pure soul and impure soul.”
68Ātmā mē̃ hī sab saṅskār haĩ .
71All the sanskars are in the souls.
69Past K|kē karma vā vikarma kā saṅskār ātmā lē ātī hai .
72The sanskars of past and sinful actions are carried by souls.
70Satyug mē̃ vikarma hōtā hī nahī̃ . 71Karma kartē haĩ , part bajātē haĩ parantu vah karma akarma hō jātā hai .
73In the golden age, there are no sinful actions; you play your parts by performing actions but those actions are neutral.
72Gītā mē̃ bhī akṣhar haĩ , abhī tum practical mē̃ samajh rahē hō .
74These terms are also mentioned in the Gita and you now understand them in a practical way.
73Jāntē hō bābā āyā huā hai purānī duniyā kō badalnē , naī duniyā banānē .
75You know that Baba has come to change this old world and make a new world.
74Jahā̃ karma akarma hō jātē haĩ uskō hī satyug kahā jātā hai aur phir jahā̃ sab karma , vikarma hōtē haĩ uskō kaliyug kahā jātā hai .
76Where all actions are neutral, it is called the golden age and where all actions are sinful, it is called the iron age.
75Tum abhī hō saṅgam par .
77You are now at the confluence age.
76Bābā dōnō̃ taraph key|kī bāt samjhātē haĩ .
78Baba tells you everything about both sides.
77Satyug-trētā tō hai pavitra duniyā , vahā̃ kōī pāp hōtā nahī̃ . 78Jab rāvaṇ rājya śhurū hōtā hai tab hī pāp hōtē haĩ . 79Vahā̃ vikār kā nām nahī̃ hōtā .
79The golden and silver ages are a pure world where there are no sins; there is no mention of vice there. 80Sins begin when the kingdom of Ravan begins.
80Chitra tō sāmnē haĩ rām rājya aur rāvaṇ rājya .
81The pictures of the kingdom of Rama and the kingdom of Ravan are in front of you.
81Bāp samjhātē haĩ yah paṛhāī hai .
82The Father explains that this is a study.
82Bāp K|kē sivāē aur kōī nahī̃ jāntā .
83No one but the Father knows this.
83Yah paṛhāī tō tumhārī buddhi mē̃ rahnī chāhiē , bāp bhī yād ātā hai , chakra bhī buddhi mē̃ ā jātā hai .
84This study should remain in your intellects. 85When you remember the Father, the cycle also enters your intellects.
84Second mē̃ sab yād ā jātā hai .
86You remember everything in a second.
85Varṇan karnē mē̃ dērī lagtī hai .
87It takes longer to speak about it.
86Inkē 3 fountain haĩ . 87Jhāṛ aisā hōtā hai , bīj aur jhāṛ second mē̃ yād ā jāyēṅgē .
88The tree is like this and it has three fountains emerging from it. 89You can remember a tree and its seed in a second.
88Yah bīj phalānē jhāṛ kā hai , aisē insē phal nikaltā hai . 89Yah bēhad kā manuṣhya sr̥iṣhṭi rūpī jhāṛ kaisē hai , inkā rāz tum samjhātē hō .
90Just as there is a seed of such-and-such a tree and that fruit will grow on it, so you explain the significance of how this is the unlimited human world tree.
90Bachchō̃ kō sārā samjhāyā hai - ādhā-kalp dynasty kaisē chaltī hai phir rāvaṇ rājya hōtā hai tō jō satayug-trētāvāsī haĩ , vahī dvāparavāsī bantē haĩ .
91Everything has been explained to you children about how the dynasty continues for half a cycle and how there is then the kingdom of Ravan. 92Those who are residents of the golden and silver ages will then become residents of the copper age.
91Jhāṛ vr̥iddhi kō pātā rahtā hai .
93The tree continues to grow.
92Ādhākalp kē bād rāvaṇ rājya hōtā hai , vikārī ban jātē haĩ .
94The kingdom of Ravan begins after half a cycle, when everyone becomes vicious.
93Bāp sē jō varsā milā vah ādhākalp chalā .
95The inheritance that you received from the Father lasted you for half a cycle.
94Knowledge sunākar varsā diyā , vah prālabdh bhōgī arthāt satyug-trētā mē̃ sukh pāyā .
96He gave you this knowledge and then gave you your inheritance, that is, you experienced the reward, which means that you experienced the happiness of the golden and silver ages.
95Uskō sukhdhām , satyug kahā jātā hai .
97That is called the land of happiness, the golden age.
96Vahā̃ duḥkh hōtā hī nahī̃ .
98There is no sorrow there.
97Kitnā simple samjhātē haĩ .
99Everything is explained to you in such a simple way.
98Ēk kō samjhātē hō yā bahutō̃ kō samjhātē hō - tō aisē attention dēnā hai , samajhtā hai , hā̃-hā̃ kartā hai ? 99Bōlō note kartē jāō . 100Kōī śhaṅkā hō tō pūchhnā .
100Whether you explain to one or to many, you have to pay attention. 101When you explain, although they nod in agreement, you must also tell them: Note this down, and if you have any doubt, you can ask about it.
101Jō bāt kōī nahī̃ jāntā vah ham samjhātē haĩ .
102We explain things to you that no one else knows.
102Tum kuchh bhī jāntē nahī̃ hō , pūchhē̃gē phir kyā ?
103They don’t know anything, and so what would they ask?
103Bābā tō is bēhad jhāṛ kā rāz samjhātē haĩ .
104Baba tells you the significance of the unlimited tree.
104Yah knowledge abhī tum samajhtē hō .
105You understand this knowledge at this time.
105Bāp nē samjhāyā hai tum 84 K|kē chakra mē̃ kaisē ātē hō .
106The Father has told you how you go around the cycle of 84 births.
106Yah achchhī rīti note karō phir is par vichār karnā hai .
107Note this down very carefully and then think about it.
107Jaisē teacher essay ( nibandh ) dētē haĩ phir ghar mē̃ jākar revise kar ātē haĩ nā . 108Tum bhī yah knowledge dētē hō phir dēkhō kyā hōtā hai .
108Just as a teacher gives you an essay to revise at home, similarly, give this knowledge to others and then see what happens.
109Pūchhtē rahō .
109Continue to question them.
110Ēk-ēk bāt achchhī rīti samjhāō .
110Explain each and every aspect to them very clearly.
111Bāp-teacher kā kartavya samjhākar phir gurū kā samjhāō .
111Explain the duties of the Father and the Teacher and then those of the Guru.
112Unkō bulāyā hī hai ki ākar ham patitō̃ kō pāvan banāō .
112You called out to Him to come and purify us impure ones.
113Ātmā pāvan bantī hai tō phir śharīr bhī pāvan miltā hai .
113When souls become pure, they receive pure bodies.
114Jaisā sōnā vaisā zewar bantā hai .
114As is the gold, so is the jewellery made from it.
11524 carat kā sōnā uṭhāyēṅgē , khād nahī̃ ḍālē̃gē tō zewar bhī aisē satōpradhān banē̃gē .
115If you take 24 carat gold and don’t use alloy, the ornaments made from it would also be satopradhan.
116Alloy ḍālnē sē tamōpradhān ban paṛē haĩ .
116Because alloy has been mixed into you, you have become tamopradhan.
117Pahlē-pahlē bhārat 24 carat pakkē sōnē key|kī chiṛiyā thā arthāt satōpradhān naī duniyā thī phir tamōpradhān banī hai .
117At first, Bharat was the 24 carat ‘Golden Sparrow’, that is, it was the satopradhan new world. 118Then it became tamopradhan.
118Yah bāp hī samjhātē haĩ , aur kōī manuṣhya gurū lōg nahī̃ jāntē .
119Only the Father explains this. 120No human being or guru knows this.
119Bulātē haĩ ākar pāvan banāō .
121You call out to Him to come and purify you.
120Sō tō gurū kā kām hai .
122However, that is the task of the Guru.
121Vānaprasth avasthā mē̃ manuṣhya gurū kartē haĩ .
123When people reach their stage of retirement, they adopt gurus.
122Vāṇī sē parē sthān tō hai incorporeal world , jahā̃ ātmāyē̃ rahtī haĩ .
124The place beyond sound is the incorporeal world, where souls reside.
123Yah hai corporeal world .
125This is a corporeal world.
124Dōnō̃ kā yah male|mail|mēl hai .
126This is the meeting of the two.
125Vahā̃ tō śharīr hai nahī̃ .
127There, there are no bodies.
126Vahā̃ kōī karma nahī̃ hōtā hai .
128No actions are performed there.
127Bāp mē̃ tō sārī knowledge hai .
129The Father has all of this knowledge.
128Drama plan anusār unkō kahā hī jātā hai knowledgeful .
130According to the drama plan, He is called knowledge-full.
129Vah chaitanya sat-chit-ānand svarup hōnē K|kē kāraṇ unkō knowledgeful kahā jātā hai .
131Because He is the Living Being, the Truth and the Blissful One, He is also called knowledge-full.
130Bulātē bhī haĩ hē patit-pāvan , knowledgeful śhivbābā , unkā nām sadaiv śhiv hī hai .
132You call Him the Purifier and knowledge-full Shiv Baba. 133His name is always Shiva.
131Bākī ātmāyē̃ sab ātī haĩ part bajānē . 132Tō bhinn-bhinn nām dhāraṇ kartī haĩ .
134All souls come down and adopt various names to play their parts.
133Bāp kō bulātē haĩ parantu unkō kuchh bhī samajh nahī̃ rahtī .
135They call out to the Father, but they don’t understand anything.
134Jarūr bhāgyaśhālī rath bhī hōgā , jismē̃ bāp pravēśh kar tumkō pāvan duniyā mē̃ lē jāyē .
136There definitely has to be the Lucky Chariot in whom the Father can come and take you to the pure world.
135Tō bāp samjhātē haĩ - mīṭhē-mīṭhē bachchō̃ , maĩ unkē tan mē̃ ātā hū̃ jō bahut janmō̃ K|kē ant mē̃ hai , pūrā 84 janma lētē haĩ .
137So the Father explains: Sweet children, I come in the body of this one, who is now at the end of his many births. 138He takes the full 84 births.
136Bhāgyaśhālī rath par ānā paṛtā hai .
139I have to come in the Lucky Chariot.
137Pahlē number mē̃ tō hai śhrīkr̥iṣhṇa . 138Vah hai naī duniyā kā mālik .
140Shri Krishna is number one; he is the master of the new world.
139Phir vahī nīchē utartē haĩ .
141He then comes down.
140Golden sē silver , copper , iron age mē̃ ākar paṛtē haĩ .
142After the golden age, he goes through the silver, copper and iron ages.
141Abhī phir tum iron sē golden ban rahē hō .
143You are now becoming golden from iron.
142Bāp kahtē haĩ sirph mujh apnē bāp kō yād karō .
144The Father says: Simply remember Me, your Father!
143Jismē̃ pravēśh kiyā hai unkī ātmā mē̃ tō zarā bhī knowledge nahī̃ thī .
145There was none of this knowledge in the soul whose body I entered.
144Inmē̃ maĩ pravēśh kartā hū̃ isliē inkō bhāgyaśhālī rath kahā jātā hai .
146It is because I enter him that he is called the Lucky Chariot.
145Nahī̃ tō sabsē ūñch tō yah lakṣhmī-nārāyaṇ haĩ , inmē̃ pravēśh karnā chāhiē .
147Otherwise, the most elevated of all are Lakshmi and Narayan. 148Therefore, I should enter one of them.
146Parantu unmē̃ paramātmā pravēśh nahī̃ kartē isliē unkō bhāgyaśhālī rath nahī̃ kahā jātā hai .
149However, God doesn’t enter them. 150This is why neither of them can be called the Lucky Chariot.
147Rath mē̃ ākar patitō̃ kō pāvan banānā hai , tō jarūr kaliyugī tamōpradhān hōgā nā .
151He has to purify the impure by coming in this chariot. 152Therefore, this one must definitely be iron aged and tamopradhan.
148Khud kahtē haĩ maĩ bahut janmō̃ K|kē ant mē̃ ātā hū̃ .
153He Himself says: I come at the end of this one’s many births.
149Gītā mē̃ bhī akṣhar accurate haĩ .
154These words are accurately mentioned in the Gita.
150Gītā kō hī sarv śhāstramaī śhirōmaṇī kahā jātā hai .
155The Gita is called the most elevated jewel of all scriptures.
151Is saṅgamyug par hī bāp ākar brāhmaṇ kul aur dēvtā kul sthāpan kartē haĩ .
156It is at this confluence age that the Father comes and establishes the Brahmin and deity clans.
152Bahut janmō̃ K|kē ant mē̃ arthāt saṅgamyug par hī bāp ātē haĩ .
157The Father comes at the end of many births, that is, He comes at the confluence age.
153Bāp kahtē haĩ maĩ bījrūp hū̃ .
158He says: I am the Seed.
154Śhrīkr̥iṣhṇa tō hai satyug kā rahvāsī .
159Shri Krishna is a resident of the golden age.
155Unkō dūsrī jagah tō kōī dēkh na sakē .
160He cannot be seen in any other place.
156Punarjanma mē̃ tō nām , rūp , dēśh , kāl sab badal jātā hai . 157Features hī badal jātē haĩ .
161While he takes rebirth, the name, form, land and time all change; even the features change.
158Pahlē chhōṭā bachchā sundar hōtā hai phir baṛā hōtā hai vah phir śharīr chhōṛ dūsrā chhōṭā lētā hai .
162At first, a small child is very beautiful and then he grows up. 163He then leaves that body and takes a small body again.
159Yah banā-banāyā khēl drama K|kē andar fix hai .
164This play is predestined and fixed in the drama.
160Dūsrā śharīr liyā tō unkō śhrīkr̥iṣhṇa nahī̃ kahē̃gē .
165When he takes the next body, he can no longer be called Shri Krishna.
161Us dūsrē śharīr par nām ādi phir dūsrā paṛēgā .
166The next body is given a different name.
162Samay , features , tithi-tārīkh ādi sab badal jātā hai .
167The time, features, date, moment etc. all change.
163World key|kī history-geography hūbahū repeat kahā jātā hai .
168The history and geography of the world repeat identically.
164Tō yah drama repeat hōtā rahtā hai .
169Therefore, this drama continues to repeat.
165Satō , rajō , tamō mē̃ ānā hī hai .
170You have to go through the stages of sato, rajo and tamo.
166Sr̥iṣhṭi kā nām , yug kā nām sab badaltē rahtē haĩ .
171The name of the world and the name of the age continue to change.
167Abhī yah hai saṅgamyug .
172This is now the confluence age.
168Maĩ ātā hī hū̃ saṅgam par .
173I come at the confluence age.
169Maĩ tumkō sārī duniyā key|kī history-geography satya batātā hū̃ .
174I tell you the true history and geography of the whole world.
170Ādi sē lēkar ant tak aur kōī bhī jāntā hī nahī̃ .
175No one else knows everything from the beginning to the end.
171Satyug key|kī āyu kitnī thī , yah patā na hōnē kāraṇ lākhō̃ varṣh kah dētē haĩ .
176Because of not knowing the duration of the golden age, they have spoken of hundreds of thousands of years.
172Abhī tumhārī buddhi mē̃ sab bātē̃ haĩ .
177All of these things are now in your intellects.
173Tumhē̃ andar mē̃ yah pakkā karnā hai ki bāp , bāp-teacher-satgurū hai , jō phir sē satōpradhān bannē kē liē bahut achchhī yukti batātē haĩ .
178Make this firm for yourselves: The Father is the Father, Teacher and Satguru and He is giving us very good methods to become satopradhan once again.
174Gītā mē̃ bhī hai dēh sahit dēh K|kē sab dharm chhōṛ apnē kō ātmā samjhō .
179It also says in the Gita: Renounce all bodily religions, including your body, and consider yourself to be a soul.
175Vāpis apnē ghar jarūr jānā hai .
180You definitely do have to return home.
176Bhakti mārg mē̃ kitnī mēhnat kartē haĩ , bhagvān pās|pass jānē kē liē .
181On the path of devotion, they make so much effort to attain God.
177Vah hai muktidhām , karma sē mukt .
182That is the land of liberation, where they are free from having to act.
178Ham incorporeal duniyā mē̃ jākar baiṭhtē haĩ .
183We go and sit in the incorporeal world.
179Pārṭdhārī ghar gayā tō part sē mukt huā .
184When an actor goes home, he is liberated from his part.
180Sab chāhtē haĩ ham mukti pāyē̃ .
185Everyone wants to attain liberation.
181Mōkṣh tō kiskō mil na sakē .
186No one can attain eternal liberation.
182Yah drama anādi-avināśhī hai .
187This drama is eternal and imperishable.
183Kōī kahē yah part ānē-jānē kā hamkō pasand nahī̃ , parantu ismē̃ kuchh kar na sakē̃ .
188Some say that they don’t like their parts of coming and going. 189However, no one can do anything about that.
184Yah anādi drama banā huā hai .
190This eternal drama is predestined.
185Ēk bhī mōkṣh pā nahī̃ saktē .
191Not a single one can attain eternal liberation.
186Vah sab hai anēk prakār key|kī manuṣhya mat .
192All of those things are the different types of human dictates.
187Yah hai śhrīmat , śhrēṣhṭh banānē kē liē .
193These are elevated directions to make you the most elevated.
188Manuṣhya kō śhrēṣhṭh nahī̃ kahē̃gē .
194Human beings cannot be called elevated (Shri).
189Dēvtāō̃ kō śhrēṣhṭh kahā jātā hai . 190Unhō̃ kē āgē sab naman kartē haĩ .
195Deities are called elevated; everyone bows down to them (idols).
191Tō vah śhrēṣhṭh ṭhaharē nā .
196That is because they were elevated.
192Śhrīkr̥iṣhṇa dēvtā hai vaikuṇṭha kā prince .
197Shri Krishna was a deity, the prince of heaven.
193Vah yahā̃ kaisē āyēgā .
198How could he come here?
194Na usnē gītā sunāī .
199He did not speak the Gita.
195Śhiv kē āgē jākar kahtē haĩ hamkō mukti dō .
200People go in front of Shiva and ask Him for liberation.
196Vah tō kabhī jīvanmukt , jīvanbandh mē̃ ātē hī nahī̃ isliē unkō pukārtē haĩ mukti dō .
201He neither goes into liberation-in-life nor into bondage-in-life. 202Therefore people call out to Him for liberation.
197Jīvanmukti bhī vah dētē haĩ .
203He also gives you liberation-in-life.
198Achchhā !
204Achcha.
199Mīṭhē-mīṭhē sikīladhē bachchō̃ prati māt-pitā bāpdādā kā yād-pyār aur good morning .
205To you sweetest, beloved, long-lost and now-found children, love, remembrance and good morning from the Mother, the Father, BapDada.
200Rūhānī bāp kī rūhānī bachchō̃ kō namastē .
206The spiritual Father says namaste to you spiritual children.
Essence for dharna
201Dhārṇā kē liē mukhya sār :
207Essence for dharna:
2021 ) ham sab ātmā rūp mē̃ bhāī haĩ , yah pāṭh pakkā karnā aur karānā hai .
2081. All of us souls are brothers. 209Make this lesson firm and inspire others to do the same.
203Apnē saṅskārō̃ kō yād sē sampūrṇ pāvan banānā hai .
210Make your sanskars completely pure by having remembrance.
2042 ) 24 carat sachchā sōnā ( satōpradhān ) bannē kē liē karm-akarm-vikarm key|kī guhya gati kō buddhi mē̃ rakh ab kōī bhī vikarma nahī̃ karnā hai .
2112. In order to become 24 carat pure gold (satopradhan) keep the deep philosophy of action, neutral action and sinful action in your intellect and don’t perform any more sinful actions.
Blessing
205Vardān : ghabrānē key|kī dance chhōṛ sadā khuśhī key|kī dance karnē vālē master knowledgeful bhav
212Blessing: May you be master knowledge-full and, instead of dancing in fear, constantly dance in happiness.
206Jō bachchē master knowledgeful haĩ vah kabhī ghabrānē key|kī dance nahī̃ kar saktē .
213The children who are master knowledge-full will not dance in fear.
207Second mē̃ sīṛhī nīchē , second mē̃ ūpar ab yah saṅskār change karō tō bahut fast jāyēṅgē .
214Now, change the sanskar of climbing that ladder one moment and coming down the next and you will go very fast.
208Sirph milī huī authority kō , knowledge kō , parivār K|kē sahyōg kō use karō , bāp K|kē hāth mē̃ hāth dēkar chaltē rahō tō khuśhī key|kī dance kartē rahē̃gē , ghabrānē key|kī dance hō nahī̃ saktī .
215Simply use your authority and knowledge and co-operation from the family and continue to keep your hand in the Father’s hand. 216You will then continue to dance in happiness: there cannot then be any dance of fear.
209Lēkin jab māyā kā hāth pakaṛ lētē hō tō vah dance hōtī hai .
217However, it is when you hold Maya’s hand that that dance happens.
Slogan
210Slōgan : jinkā saṅkalp aur karma mahān hai vahī master sarvśhaktimān hai .
218Slogan: Those whose thoughts and deeds are great are master almighty authorities.
219*** Om Shanti ***
211Avyakt iśhārē - is avyakti mās mē̃ bandhanmukt rah jīvanmukt sthiti kā anubhav karō
220Avyakt Signal: In this avyakt month, stay free from bondage and experience the stage of liberation in life.
212Master trikāldarśhī bankar her|har karma , her|har saṅkalp karō vā vachan bōlō , tō kōī bhī karma vyarth vā anarth vālā nahī̃ hō saktā .
221Perform every action, create every thought and speak every word while being a master trikaldarshi. 222No action will then be wasteful or meaningless.
213Trikāldarśhī arthāt sākṣhīpan key|kī sthiti mē̃ sthit hōkar in karmēndriyō̃ dvārā karma karē̃gē tō karma K|kē vaśhībhūt nahī̃ hōṅgē .
223To be a trikaldarshi means to be stable in the stage of a detached observer as you work with your physical organs. 224You will not then be influenced by those actions.
214Sadā karma aur karma K|kē bandhan sē mukt ban apnī ūñchī stage kō prāpt kar lē̃gē .
225Constantly be detached from your work and have no bondage of your actions and you will then attain your highest stage.