रविवार 25 जनवरी 2026 की दैनिक मुरली

दोनों भाषाओं के वाक्यों का संरेखण सुधारा गया है।

हिंदी को ISO 15919 पर आधारित अनुकूलित लिप्यंतरण के साथ रोमन अक्षरों में भी दिखाया जाता है।

लिप्यंतरण कैसे पढ़ें

यह साइट ISO 15919 पर आधारित लिप्यंतरण का प्रयोग करती है। पढ़ना आसान बनाने के लिए c, ś और ṣ के बाद h तथा स्वर r̥ के बाद i जोड़ा जाता है। इन बदलावों से यह भारत में प्रयुक्त हंटरियन प्रणाली के करीब आता है, जबकि ISO 15919 के विशिष्ट चिह्न बने रहते हैं।

इस साइट पर किए गए बदलाव
ISO 15919इस साइट पर
cch
śśh
ṣṣh
r̥r̥i

पढ़ने के कुछ संकेत:

  • ā, ī, ū: अक्षर के ऊपर की रेखा दीर्घ स्वर दर्शाती है।
  • ṭ, ḍ, ṇ: नीचे का बिंदु मूर्धन्य व्यंजनों को t, d, n से अलग करता है।
  • स्वर के ऊपर टिल्ड चिह्न अनुनासिक उच्चारण दर्शाता है।

025-01-26 prātaḥmurlī ōm śhānti ' ' avyakt-bāpdādā ' ' revise 02-04-08 madhuban

025/01/26 Madhuban Avyakt BapDada Om Shanti 02/04/2008

1Is varṣh chārō̃ hī subject mē̃ anubhav key|kī authority banō , lakṣhya aur lakṣhaṇ kō samān banāō

1This year, become an authority of experience in all four subjects. 2Make your aim and your qualifications for it equal.

2Āj bāpdādā apnē chārō̃ ōr K|kē santuṣhṭ rahnē vālē santuṣhṭ maṇiyō̃ kō dēkh rahē haĩ .

3Today, BapDada is seeing everywhere His jewels of contentment who remain content.

3Har ēk K|kē chēhrē par santuṣhṭatā key|kī chamak dikhāī dē rahī hai .

4The sparkle of contentment is visible on the face of each one.

4Santuṣhṭ maṇiyā̃ svayã kō bhī priya haĩ , bāp kō bhī priya haĩ aur parivār kō bhī priya haĩ kyōṅki santuṣhṭatā mahān śhakti hai .

5Each of you yourself loves jewels of contentment, BapDada loves them and the family also loves them, because contentment is a great power.

5Santuṣhṭatā tab dhāraṇ hōtī hai jab sarv prāptiyā̃ prāpt hōtī haĩ .

6Contentment can only be imbibed when you have attained all attainments.

6Agar prāptiyā̃ cum|kam tō santuṣhṭatā bhī kam hōtī hai .

7If there is little attainment, there will be little contentment.

7Santuṣhṭatā aur śhaktiyō̃ kō bhī āhvān kartī hai .

8Contentment also invokes other powers.

8Santuṣhṭatā kā vāyumaṇḍal aurō̃ kō bhī yathā śhakti santuṣhṭatā kā vibration dētā hai .

9The atmosphere of contentment also gives others vibrations of contentment, according to their capacity.

9Jō santuṣhṭ rahtā hai uskī niśhānī sadā prasannchit dikhāī dētā hai .

10The sign of someone remaining content is that that one will always be seen to be happy-hearted.

10Sadā chēhrā harṣhitmukh svataḥ hī rahtā hai .

11That one’s face would naturally remain constantly cheerful.

11Santuṣhṭ ātmā K|kē sāmnē kōī bhī paristhiti sva sthiti kō hilā nahī̃ saktī .

12No adverse situation that comes in front of a contented soul will make that one fluctuate from his original stage.

12Kitnī bhī baṛī paristhiti hō lēkin santuṣhṭ ātmā kē liē cartoon show kā manōrañjan dikhāī dētā hai , isīliē vah paristhiti mē̃ parēśhān nahī̃ hōtā aur paristhiti uskē ūpar war|vār nahī̃ kar saktī , hār jātī hai isliē atīndriya sukhmay manōrañjan key|kī jīvan anubhav kartā hai .

13No matter how big the situation may be, for a contented soul, it is seen as entertainment in the form of a cartoon show. 14This is why that soul is not distressed by situations. 15The situations cannot attack that soul; the situations are defeated. 16This is why that soul experiences his life to be one of entertainment filled with supersensuous joy.

13Mēhnat nahī̃ karnī paṛtī , manōrañjan anubhav hōtā hai .

17He doesn’t need to labour, but experiences that as entertainment.

14Tō har ēk apnē kō check karē .

18So, each one of you has to check yourself.

15Check karnā tō ātā hai nā  !

19You know how to check, do you not?

16Ātā hai  ?

20Do you?

17Jisē apnē kō check karnā ātā hai , dūsrē kō nahī̃ apnē kō check karnā ātā hai , vah hāth uṭhāō .

21Those who know how to check yourselves, not check others, if you know how to check yourselves, raise your hands.

18Check karnā ātā hai  ?

22Do you know how to check yourselves?

19Achchhā .

23Achcha.

20Mubārak hō .

24Congratulations.

21Bāpdādā kā vardān bhī her|har bachchē kō rōz amr̥itvēlē bhinn-bhinn rūpō̃ sē yahī miltā hai , khuśh rahō ābād rahō .

25Every day at amrit vela, the blessing that every child receives from BapDada in different forms is: Remain happy, remain prosperous.

22Rōz kā vardān miltā sabhī kō hai , bāpdādā sabhī kō ēk hī jaisā ēk hī sāth vardān dētā hai . 23Lēkin fark kyā hō jātā hai  ?

26Everyone receives a blessing every day. 27BapDada gives everyone the same blessing simultaneously every day, but what is the difference?

24Number-vār kyō̃ ban jātē  ?

28Why do you become numberwise?

25Dātā ēk hai , aur dētē bhī ēk jaisā hai , kiskō thōṛā kiskō bahut nahī̃ dētē haĩ , frankdilī sē dētē haĩ lēkin fark kyā paṛ jātā hai , iskā anubhav bhī sabhī kō hai kyōṅki abhī tak bāpdādā kē pās yah āvāj pahuñchtā hai .

29The Bestower is One and the gifts that He gives are the same. 30He doesn’t give a little to some and more to others. 31He gives generously, but how is the difference created? 32All of you have experienced this because, until now, the sound of it reaches BapDada.

26Kaun sā āvāj , jāntē hō nā  ?

33Do you know which sound?

27 «  kabhī-kabhī ' ' «  thōṛā-thōṛā ' ' , yah āvāj abhī tak bhī ātā hai .

34“Sometimes” (kabhi kabhi), “A little…” (thoda, thoda). 35This sound reaches BapDada even now.

28Bāpdādā nē kahā hai ki brāhmaṇ ātmāō̃ K|kē jīvan rūpī dictionary sē yah dōnō̃ śhabda nikal jānē chāhiē .

36BapDada has said: Let both of these words be removed from the dictionary of the lives of Brahmin souls.

29Avināśhī bāp hai , avināśhī khajānē haĩ , āp sab bhī avināśhī śhrēṣhṭh ātmāyē̃ hō .

37The Father is imperishable, the treasures are imperishable and all of you are imperishable, elevated souls.

30Tō kaun sā śhabda hōnā chāhiē  ?

38So, what word should you be using?

31Kabhī-kabhī ki sadā  ?

39“Sometimes” or “constantly” (sada)?

32Her|har khajānē kē āgē check karō - sarv śhaktiyā̃ sadā haĩ  ?

40In front of all the treasures, check: Do I have all the powers constantly?

33Sarv guṇ sadā haĩ  ?

41Do I have all the virtues constantly?

34Āp sabkē bhakta jab āpkē guṇ gātē tō kyā kahtē haĩ  ?

42When the devotees of all of you sing your praise, what do they say?

35Kabhī-kabhī guṇadātā , aisē kahtē haĩ  ?

43“The bestower of virtues sometimes”? 44Is this what they sing?

36Bāpdādā nē her|har vardān mē̃ sadā śhabda kahā hai .

45In every blessing, BapDada has said the word “sada” (constantly).

37Sadā sarvśhaktivān , kabhī śhaktivān , kabhī sarvśhaktivān nahī̃ kahā hai .

46A master with all powers constantly, not that sometimes you have some powers and at other times you have all the powers.

38Her|har samay dō śhabda āp bhī kahtē hō , bāp bhī kahtē haĩ , samān banō .

47At every moment, you speak these two words and the Father also speaks them. 48“Become equal”.

39Yah nahī̃ kahtē thōṛā-thōṛā samān banō .

49He doesn’t say become equal to a little extent.

40Sampann aur sampūrṇ , tō bachchē kabhī-kabhī kyā kartē haĩ  ?

50He says: Complete and perfect to the fullest extent. 51So, what do the children sometimes do?

41Bāpdādā bhī khēl tō dēkhtē haĩ nā  !

52BapDada also watches your games, does He not?

42Bachchō̃ kā khēl tō dēkhtē hī rahtē haĩ .

53He continues to watch the games of you children.

43Bachchē kyā kartē , kōī-kōī , sab nahī̃ . 44Jō vardān milā us vardān kō sōchkar , varṇan kar kāpī mē̃ note kartē , yād bhī kartē lēkin vardān rūpī bīj kō phalībhūt nahī̃ kartē .

54What do some of you children do? 55Some of you, not all of you, think about the blessing you have received; you speak about it, you note it down in your notebook, you even remember it, but you don’t allow the seed of the blessing to become fruitful.

45Bīj sē phal nahī̃ nikāl saktē .

56You are unable to obtain fruit from the seed.

46Sirph varṇan kartē khuśh hōtē bahut achchhā vardān hai .

57You are very happy simply speaking about it: “It is a very good blessing.”

47Vardān hai bīj lēkin bīj kō jitnā phalībhūt kartē haĩ utnā hī vah vr̥iddhi kō pātā hai .

58The blessing is the seed, and to the extent that you make the seed fruitful, accordingly it will increase.

48Phalībhūt karnē kā rahasya kyā hai  ?

59What is the way to make that seed fruitful?

49Samay par kārya mē̃ lagānā .

60To use it at the right time.

50Kārya mē̃ lagānā bhūl jātē , sirph kāpī mē̃ dēkh , varṇan kartē bahut achchhā , bahut achchhā .

61You forget to use it at that time. 62You simply see it in your notebook and speak about it: “It is very good, it is very good.

51Bābā nē vardān bahut achchhā diyā hai .

63Baba has given a very good blessing.”

52Lēkin kisliē diyā hai  ?

64However, why has He given it?

53Uskō phalībhūt karnē kē liē diyā hai .

65He has given it for you to make it fruitful.

54Bīj sē phal kā vistār hōtā hai .

66Fruit grows from a seed.

55Vardān kō simraṇ kartē haĩ , lēkin vardān svarup bannē mē̃ number-vār ban jātē haĩ .

67You remember the blessing, but in becoming an embodiment of that blessing you become numberwise.

56Aur bāpdādā har ēk K|kē bhāgya kō dēkh harṣhit hōtē rahtē haĩ lēkin bāpdādā key|kī dil key|kī āśh pahlē bhī sunāyā hai .

68Seeing the fortune of each one, BapDada becomes pleased. 69However, BapDada had also told you earlier about the hopes in His heart.

57Sabhī nē hāth uṭhāyā thā , yād hai ki ham kāraṇ kō samāpt kar samādhān svarup banē̃gē .

70All of you raised your hands. 71Do you remember that you were going to finish all reasons and excuses and become an embodiment of solutions?

58Yād hai homework  ?

72Do you remember that homework?

59Kaī bachchō̃ nē rūh-rihān mē̃ yā patrō̃ dvārā , email dvārā result likhī bhī hai .

73Some children in their heart-to-heart conversations, in their letters and e-mails to Baba, have written their result.

60Achchhā hai , attention gayā hai lēkin jō bāpdādā kō śhabda achchhā lagtā hai - sadā . 61Vah hai  ?

74It is good that your attention has been drawn. 75However, have you become like the word that BapDada likes: constantly?

62Āp sabhī jō bhī āyē haĩ , chāhē sunā hai , chāhē paṛhā hai lēkin ēk mās K|kē home work mē̃ , ēk mās huā hai bas , jyādā nahī̃ huā hai tō ēk mās mē̃ lakṣhya tō rakhā hai .

76All of you who have come, whether you heard it or read it, in the one month’s homework – it has just been for one month, not longer – for one month, you have had that aim.

63Ēk dō mē̃ varṇan bhī kiyā hai lēkin jō ēk mās mē̃ home-work mē̃ achchhī marks lēnē vālē banē haĩ vah hāth uṭhāō .

77You have spoken about it to one another. 78However, those who have claimed good marks in their one month’s homework, raise your hands.

64Jō pās|pass huē haĩ , pās|pass huē haĩ . 65Pass with honour  ? 66Pass with honour , uṭhō .

79Those who have passed, those who have passed with honours, stand up. 80Those who have passed with honours!

67Pass with honour kā darśhan karnā chāhiē nā .

81Everyone should have a vision (darshan) of those who have passed with honours.

68Mātāyē̃ nahī̃ haĩ .

82Not mothers.

69Bahinō̃ mē̃ , teachers nē hāth nahī̃ uṭhāyā  ?

83Among the sisters, the teachers haven’t raised their hands.

70Kōī nahī̃ .

84No one?

71Madhuban vālē .

85Those from Madhuban?

72Yah tō bahut cum|kam result hai .

86This result is very low.

73 ( bahut thōṛē uṭhē haĩ ) achchhā centre mē̃ bhī hōṅgē .

87(Very few people stood up.) 88There must be such ones at the centres too.

74Mubārak hō , tālī tō bajāō .

89Congratulations. 90You may applaud.

75Bāpdādā muskarātā hai ki jab bāpdādā pūchhtē haĩ ki bāpdādā sē pyār kiskā hai aur kitnā hai  ? 76Tō kyā javāb dētē haĩ  ?

91BapDada smiles because, when BapDada asks, “Who has love for BapDada and how much love do you have?”, what do you reply?

77Bābā , itnā hai jō kah nahī̃ saktē .

92“Baba, we have so much love for You, we can’t even speak about it!”

78Javāb bahut achchhā dētē haĩ . 79Bāpdādā bhī khuśh hō jātē haĩ . 80Lēkin pyār kā sabūt kyā  ?

93You give a very good reply and even BapDada is pleased, but what is the proof of love?

81Ājkal kī duniyā mē̃ body-conscious K|kē pyār vālē tō jān bhī kurbān kar dētē haĩ .

94Whoever you love - in the world nowadays, they have body-conscious love and they are ready to sacrifice their lives.

82Paramātma pyār kē pīchhē muśhkil kā anubhav kyō̃  ? 83Bāp nē kahā aur bachchō̃ nē kiyā .

95For God’s love, when the Father says something, why do you children find it difficult to do it?

84Gīt tō bahut achchhē-achchhē gātē hō , bābā ham sab kuchh nyōchhāvar karnē vālē parvānē haĩ , śhamā par phidā hōnē vālē haĩ … .

96You sing very good songs: “Baba, we are the moths who sacrifice ourselves to You. 97We are those who surrender to the Flame.”

85Tō yah kāraṇ śhabda kō svāhā nahī̃ kar saktē  ?

98So, can you not sacrifice this one word “reason”?

86Abhī tō is varṣh kā last turn ā gayā .

99Now the last turn of this season has come.

87Dūsrē varṣh mē̃ kyā hōtā vah tō āp aur bāp dēkh rahē haĩ , dēkhē̃gē lēkin kyā yah ēk śhabda samay kō dēkh , āp lōg kahtē hō nā , samay kī pukār hai . 88Bhaktō̃ key|kī pukār , samay kī pukār , duḥkhī ātmāō̃ key|kī pukār , āpkē snēhī , sahyōgī ātmāō̃ key|kī pukār āp hī pūrṇ karē̃gē nā  !

100You and the Father are seeing and will see what will happen in the next season (year). 101As you are seeing the time, you all speak about it: the call of time, the call of the devotees, the call of time, the call of souls experiencing sorrow, the call of souls who are loving and co-operative with you. 102You will fulfil that, will you not?

89Āpkā title kyā hai  ?

103What is your title?

90Āpkā kartavya kyā hai  ?

104What is your duty?

91Kis kartavya kē liē brāhmaṇ banē̃  ?

105For which duty have you become Brahmins?

92Viśhva parivartak āpkā title hai .

106“World transformers” is your title.

93Viśhva parivartan āpkā kārya hai aur sāthī kaun hai  ?

107World transformation is your task, and who is your companion?

94Bāpdādā K|kē sāth-sāth is kārya mē̃ nimitt banē hō .

108You have become instruments for this task with BapDada.

95Tō kyā karnā hai  ?

109So, what are you going to do?

96Abhī bhī hāth uṭhvāyēṅgē , karē̃gē tō hāth tō sabhī uṭhā dētē haĩ .

110Even now, if Baba makes you raise your hands, all of you raise your hands.

97Lakṣhya rakhā hai , bāpdādā nē dēkhā , total is varṣh key|kī season mē̃ sabhī nē saṅkalp kiyā lēkin saphaltā key|kī chābī dr̥iṛhtā - karnā hī hai , uskē bajāē kabhī-kabhī kar rahē haĩ , chal rahē haĩ , kar hī lē̃gē .

111You have kept the aim. 112BapDada has seen that totally, in this season, all of you have had the thought, but the key to success is determination: I definitely have to do this. 113Instead of this, you do it sometimes and say: “I am moving along, I will do it.”

98Yah saṅkalp dr̥iṛhtā kō sādhāraṇ banā dētā hai .

114This thought makes your determination ordinary.

99Dr̥iṛhtā mē̃ kāraṇ śhabda ātā hī nahī̃ hai .

115The word “reason” doesn’t enter into determination.

100Nivāraṇ hō jātā hai .

116There is just a solution.

101Kāraṇ ātē bhī haĩ lēkin checking hōnē K|kē kāraṇ , kāraṇ nivāraṇ mē̃ badal jātā hai .

117Reasons may come, but, nevertheless, because of checking, the reasons change into solutions.

102Bāpdādā nē result mē̃ check kiyā tō kyā dēkhā  ?

118BapDada checked the result, and what did He see?

103Gyānī , yōgī , dhārṇā svarup , sēvādhārī , chār hī subject mē̃ har ēk yathāśhakti gyānī bhī hai , yōgī bhī hai , dhārṇā bhī kar rahā hai , sēvā bhī kar rahā hai .

119Gyani, yogi, embodiments of dharna and servers. 120In all four subjects, each one is gyani, yogi, has dharna and is serving according to your capacity.

104Lēkin chār hī subject mē̃ anubhav svarup , anubhav K|kē authority - uskī kamī dikhāī dī . 105Anubhavī svarup , gyān svarup mē̃ bhī anubhavī svarup arthāt gyān kō knowledge kahā jātā hai tō anubhavī mūrt ātmā mē̃ knowledge arthāt samajh hai ki kyā karnā hai , kyā nahī̃ karnā hai . 106Knowledge key|kī light aur might , tō anubhavī svarup kā arth|earth hī hai gyānī tū ātmā K|kē her|har karma mē̃ light aur might natural hōnā chāhiē .

121However, in all four subjects, there was a visible lack in your being an embodiment of experience or an authority of experience: in being an embodiment of this knowledge. 122To be an embodiment of experience in this knowledge means - gyan is said to be this knowledge. 123A soul who is an embodiment of experience has this knowledge, that is, understanding, of what has to be done and what mustn’t be done; he has the light and might of this knowledge. 124The meaning of being an embodiment of experience is that there is light and might in a natural way in every action of a gyani soul.

107Gyānī mānā gyān , knowledge kō jānnā , varṇan karnā , uskē sāth-sāth her|har karma mē̃ light might hō .

125Gyani means to know this knowledge, to speak about it and, along with that, there is light and might in every action.

108Anubhavī svarup sē her|har karma natural śhrēṣhṭh aur saphal hōgā .

126With your form of being an embodiment of experience, your every action will naturally be elevated and successful.

109Mēhnat nahī̃ karnī paṛēgī kyōṅki gyān K|kē anubhavīmūrt haĩ .

127You won’t have to labour, because you are embodiments of the experience of knowledge.

110Anubhav key|kī authority sab authority sē śhrēṣhṭh hai .

128The authority of experience is the most elevated of all authorities.

111Gyān kō jānnā aur gyān K|kē anubhav svarup K|kē authority mē̃ her|har karma karnā , usmē̃ antar hai .

129There is a difference in knowing this knowledge and in performing every action as an authority of the experience of this knowledge.

112Tō anubhavī svarup haĩ  ? 113Check karō . 114Chār hī subject mē̃ , ātmā hū̃ lēkin anubhavī svarup hōkē her|har karma kartē haĩ  ?

130So, check: In all four subjects, am I an embodiment of experience? 131I am a soul, but do I perform every action as an embodiment of experience?

115Anubhav key|kī authority key|kī seat par set haĩ tō śhrēṣhṭh karma , saphaltā svarup karma authority K|kē sāmnē natural nature dikhāī dēgā .

132If you are seated on the seat of an authority of experience, then elevated actions and actions that are filled with success will appear to be the natural nature of an authority.

116Sōchtē haĩ lēkin anubhavī svarup bannā , yōgyukt rāzyukt nature hō jāē , natural hō jāē .

133You think about it, but to become an embodiment of experience your natural nature has to be yogyukt and raazyukt.

117Dhārṇā mē̃ bhī sarv guṇ svataḥ hī her|har karma mē̃ dikhāī dē̃ .

134In your dharna too, let all virtues automatically be visible in every action of yours.

118Aisē anubhavī svarup mē̃ sadā rahnā , anubhav key|kī seat par set hōnā iskī āvaśhyaktā kā attention rakhnā , yah āvaśhyak hai .

135Remain constantly an embodiment of experience and remain seated on the seat of experience. 136It is essential to pay attention to this need.

119Anubhav K|kē authority key|kī seat bahut mahān hai .

137The seat of an authority of experience is very great.

120Anubhavī kō māyā bhī miṭā nahī̃ saktī kyōṅki māyā key|kī authority sē anubhav key|kī authority padamguṇā ūñchī hai .

138Even Maya cannot finish those who are experienced. 139The authority of experience is multimillion times higher than the authority of Maya.

121Sōchnā alag hai , manan karnā alag hai , anubhavī svarup bankar chalnā , abhī iskī āvaśhyaktā hai .

140To think about it is one thing, to churn it is another thing, but it is now essential for you to move along as an embodiment of experience.

122Tō abhī is varṣh mē̃ kyā karē̃gē  ?

141So, now, what will you do this year?

123Bāpdādā nē dēkhā ēk subject mē̃ majority pās|pass haĩ .

142BapDada has seen that in one subject the majority of you have passed.

124Kaun see|sī|C subject  ?

143What subject is that?

125Sēvā key|kī subject .

144The subject of service.

126Chārō̃ ōr sē bāpdādā kē pās sēvā K|kē record bahut achchhē-achchhē āyē haĩ . 127Aur sēvā kā umaṅg-utsāh is varṣh K|kē sēvā samāchārō̃ K|kē hisāb sē achchhā dikhāī diyā .

145BapDada has received very good service records from everywhere, and, in terms of the service news this year, the zeal and enthusiasm for service is seen to be very good.

128Har ēk varg nē , har ēk zone nē bhinn-bhinn rūp sē sēvā mē̃ saphaltā prāpt kī hai .

146Every wing, every zone, has achieved success in service in different ways.

129Iskī bāpdādā har ēk zone , har ēk varg kō padam padamguṇā mubārak dē rahē haĩ . 130Mubārak hō .

147BapDada is giving multimillionfold congratulations to each zone and each wing for this.

131Plan bhī achchhē-achchhē banāyē haĩ . 132Lēkin abhī samay K|kē pramāṇ achānak key|kī season hai .

148You have also made very good plans, but now, according to the time, it is the season for “suddenly”.

133Āpnē dēkhā sunā hōgā ki is varṣh mē̃ kitnē brāhmaṇ achānak gayē haĩ .

149You must have seen and heard how so many Brahmins departed suddenly.

134Tō achānak key|kī ghaṇṭī abhī tēj hō rahī hai .

150The bell of “suddenly” is now becoming intense.

135Usī anusār abhī is varṣh chār hī subject mē̃ maĩ anubhavī svarup kahā̃ tak banā hū̃ , kyōṅki chār hī subject mē̃ achchhī marks chāhiē .

151According to that, now, this year, to what extent have you become an embodiment of experience in all four subjects? 152You need to have good marks in all four subjects.

136Agar ēk bhī subject mē̃ pās|pass marks sē kam hōṅgī tō pass with honour mālā kā maṇkā , bāpdādā K|kē galē kā hār kaisē banē̃gē  !

153If you have less than a pass mark in even one subject, how can you become a bead of the rosary that has passed with honours and a garland around BapDada’s neck?

137Kisī bhī rūp mē̃ hār khānē vālā bāp K|kē galē kā hār nahī̃ ban saktā .

154Those who are defeated in any way cannot become a garland around the Father’s neck.

138Aur yahā̃ hāth uṭhvātē haĩ tō sabhī kyā kahtē haĩ  ?

155When Baba makes you raise your hands, what do you all say?

139Lakṣhmī-nārāyaṇ banē̃gē .

156That you will become Lakshmi or Narayan.

140Chalō lakṣhmī-nārāyaṇ vā lakṣhmī-nārāyaṇ K|kē parivār mē̃ sāthī , vah bhī bannā śhrēṣhṭh pad hai isliē bāpdādā sirph ēk śhabda kahtē haĩ , abhī tīvr gati sē uṛtī kalā mē̃ uṛtē rahō aur apnē uṛtī kalā K|kē vibration sē vāyumaṇḍal mē̃ sahyōg kā vāyumaṇḍal phailāō .

157OK, if you become Lakshmi or Narayan or even companions in their family, to become that is also an elevated status. 158Therefore, BapDada simply says one thing: Now continue to fly in the flying stage at a fast speed and, with the vibrations of your flying stage, spread co-operation into the atmosphere.

141Kyā jab prakr̥iti kē liē āp sabnē challenge kī hai , ki prakr̥iti kō bhī parivartan karkē hī chhōṛē̃gē .

159All of you have challenged matter that you will definitely transform the elements.

142Hai nā vāydā  ? 143Vāydā kiyā hai  ?

160You have promised this, have you not?

144Kiyā hai .

161Have you promised this?

145Kāndh hilāō , hāth nahī̃ .

162Do not wave, just nod.

146Tō kyā apnē hamjins manuṣhyātmāō̃ kō duḥkh aur aśhānti sē parivartan nahī̃ kar saktē  ?

163So, can you not transform your equals, human souls, who are in sorrow and peacelessness?

147Ēk tō āpnē challenge kiyā hai aur dūsrā bāpdādā kō bhī vāydā kiyā hai , ham sabhī abhī bhī āpkē kārya mē̃ sāthī haĩ , paramdhām mē̃ bhī sāthī haĩ aur rājya mē̃ bhī brahmā bāp K|kē sāthī rahē̃gē .

164Firstly, you have challenged it, and secondly, you have still promised BapDada: All of us are still companions in Your task now. 165We are Your companions in the supreme abode and, in the kingdom too, we will remain companions of Father Brahma.

148Yah vāydā kiyā hai nā  !

166You have promised this, have you not?

149Tō sāth chalē̃gē , sāth rahē̃gē , aur abhī bhī sāth haĩ .

167So, you will return together, stay together and even now, you are together.

150Tō bāp kā iśhārā samay prati samay practical dēkh rahē hō - achānak ever ready .

168From time to time, you see the signals from the Father in a practical way. 169Suddenly. 170Ever-ready.

151Kyā dādī kē liē sōchā thā ki jā saktī hai  ?

171Did you ever think that Dadi would go?

152Achānak kā khēl dēkhā nā .

172You saw the game of “suddenly”.

153Tō is varṣh ever ready .

173So, this year, be ever-ready.

154Bāp K|kē dil key|kī āśhāō̃ kō pūrṇ karnē vālē āśhāō̃ K|kē dīpak bannā hī hai .

174You have to become lamps of hope, the ones who fulfil the hopes of the Father’s heart.

155Bāp key|kī āśhāō̃ kō tō jāntē hī hō .

175You know the Father’s hopes.

156Bannā hai yā ban jāyēṅgē , dēkh lē̃gē . . .  !

176Are you going to become that or do you think, “I will become that anyway I will see about that”?

157Jō samajhtē haĩ bannā hī hai , vah hāth uṭhāō .

177Those who feel that you have to become that, raise your hands.

158Dēkhō kaimarē mē̃ ā rahā hai .

178Look, this is being recorded by the camera.

159Bāpdādā kō khuśh tō bahut achchhā kartē hō .

179You please BapDada very well.

160Bāpdādā bhī bachchō̃ K|kē binā akēlā jā nahī̃ saktā .

180BapDada also cannot return home alone without the children.

161Dēkhō , brahmā bābā bhī āp bachchō̃ kē liē mukti kā gate|get khōlnē kē liē intjār kar rahē haĩ .

181Look, Father Brahma is also waiting for you children to open the gates to liberation.

162Advance party bhī intjār kar rahī hai .

182The advance party is also waiting for you.

163Āp intjām karnē vālē haĩ .

183You are the ones who have to make the preparations.

164Āp intjār karnē vālē nahī̃ , intjām karnē vālē haĩ .

184You are not the ones who are waiting; you are the ones who make the preparations.

165Tō is varṣh lakṣhya rakhō lēkin lakṣhya aur lakṣhaṇ kō samān rakhnā .

185So, this year, keep this aim. 186However, you have to keep your aim and your qualifications equal.

166Aisē nahī̃ hō lakṣhya bahut ūñchā aur lakṣhaṇ mē̃ kamjōrī , nahī̃ .

187Let it not be that your aim is very high but that you are very weak in the qualifications.

167Lakṣhya aur lakṣhaṇ samān hō .

188No; your aim and your qualifications for it have to be equal.

168Jō āpkē dil key|kī āśh hai samān bannē key|kī , vah tab pūrṇ hōgī jab lakṣhya aur lakṣhaṇ samān hōṅgē .

189Your hearts’ desire is to become equal and that will only be fulfilled when your aim and its qualifications are equal.

169Abhī thōṛā-thōṛā antar paṛ jātā hai , lakṣhya aur lakṣhaṇ mē̃ .

190Now, there is a little difference between your aim and its qualifications.

170Plan bahut achchhē banātē hō , āpas mē̃ rūhrihān bhī bahut achchhī-achchhī kartē hō .

191You make very good plans. 192You also have very good heart-to-heart conversations among yourselves.

171Ēk dō kō attention bhī dilātē hō .

193You also remind one another to pay attention.

172Abhī dr̥iṛhtā hamārā janm siddha adhikār hai , is saṅkalp kō anubhav K|kē svarup mē̃ lāō .

194“Determination is our birthright” - now become an embodiment of the experience of this thought.

173Check karō - jō kahtē haĩ uskā anubhav bhī kartē haĩ  ?

195Check: Do I also experience what I say?

174Pahlā śhabda maĩ ātmā hū̃ , isī kō hī check karō .

196Check the first expression, “I am a soul”.

175Is ātmā svarup K|kē anubhav key|kī authority hū̃  ?

197Am I an authority of experience of the form of a soul?

176Kyōṅki anubhav key|kī authority number one hai .

198This is because the authority of experience is number one.

177Achchhā .

199Achcha.

178Kisī bhī paristhiti mē̃ sva-sthiti par sthit rah saktē hō  ?

200In any situation, are you able to remain stable in your original stage?

179Man key|kī ēkāgratā ( drill ) achchhā .

201The drill of the concentration of the mind.

180Tīn bindiyō̃ kā smr̥iti svarup ban saktē hō nā  !

202Can you become an embodiment of the awareness of the three points?

181Bas fullstop .

203Simply put a full stop!

182Achchhā .

204Achcha.

205(BapDada conducted drill.)

183Abhī ēk second mē̃ apnē śhrēṣhṭh svamān bāpdādā K|kē diltakhta naśhīn haĩ , is rūhānī svamān K|kē naśhē mē̃ sthit hō jāō .

206Now, in a second, stabilise in the intoxication of the spiritual, elevated self-respect of being seated on BapDada’s heart throne.

184Takhtnaśhīn ātmā hū̃ , is anubhav mē̃ lavlīn hō jāō .

207Become absorbed in the experience of being a soul seated on the heart-throne.

185Achchhā .

208Achcha.

186Chārō̃ ōr K|kē ati lovely sadā bāp K|kē lav|love mē̃ līn rahnē vālē , sadā svamāndhārī , svarājyadhārī viśhēṣh ātmāō̃ kō , chārō̃ ōr K|kē umaṅg-utsāh K|kē paṅkhō̃ sē uṛnē vālē aur apnē man K|kē vibration sē vāyumaṇḍal kō śhānt śhrēṣhṭh banānē vālē sabhī kō bāp kā sandēśh dē duḥkh sē chhuṛāē mukti kā varsā dilānē vālē , sadā dr̥iṛhtā dvārā saphaltā prāpt karnē vālē aisē chārō̃ ōr K|kē dil K|kē samīp rahnē vālē aur sammukh ānē vālē sabhī bachchō̃ kō dil kā dulār aur dil key|kī duāyē̃ , yādpyār aur namastē .

209To all you extremely “loveleen” souls who remain constantly absorbed in the Father’s love, to the special souls who always maintain their self-respect and their right to self-sovereignty, to all those everywhere who fly with their wings of zeal and enthusiasm, to those who make the atmosphere peaceful and elevated with the vibrations of their minds, to those who give everyone the Father’s message, who liberate them from sorrow and give them the inheritance of liberation, to those who always achieve success with determination, to all you children everywhere who remain close to the heart and who come here personally, face to face, to all of you children, love and affection from the heart together with blessings from the heart, love, remembrance and namaste.

Blessing

187Vardān  : dharm aur karma dōnō̃ kā ṭhīk balance rakhnē vālē divya vā śhrēṣhṭh buddhivān bhav

210Blessing: May you have a divine and elevated intellect and keep a proper balance between your dharma (righteousness) and your karma.

188Karma kartē samay dharm arthāt dhārṇā bhī sampūrṇ hō tō dharm aur karma dōnō̃ kā balance ṭhīk hōnē sē prabhāv baṛhēgā .

211While doing everything, let there be complete dharma, that is, by keeping a proper balance between your dharma and your karma, your impact will increase.

189Aisē nahī̃ jab karma samāpt hō tab dhārṇā smr̥iti mē̃ āyē .

212Let it not be that, when your action is finished, you only then become aware of your dharna.

190Buddhi mē̃ dōnō̃ bātō̃ kā balance ṭhīk hō tab kahē̃gē śhrēṣhṭh vā divya buddhivān .

213Let your intellect keep a proper balance between these two things and you would then be said to be one with an elevated and divine intellect.

191Nahī̃ tō sādhāraṇ buddhi , karma bhī sādhāraṇ , dhārṇāyē̃ bhī sādhāraṇ hōtī haĩ .

214Otherwise, when your intellect is ordinary, actions are ordinary and your dharna is then also ordinary.

192Tō sādhāraṇtā mē̃ samāntā nahī̃ lānī hai lēkin śhrēṣhṭhatā mē̃ samāntā hō .

215Not that you have equality in being ordinary but equality in being elevated.

193Jaisē karma śhrēṣhṭh vaisē dhārṇā bhī śhrēṣhṭh hō .

216Just as your actions are elevated, so let your dharna also be elevated.

Slogan

194Slōgan  : apnē man-buddhi kō anubhav key|kī seat par set kar dō tō kabhī upset nahī̃ hōṅgē .

217Slogan: Set your mind and intellect on the seat of experience and you will never become upset.

195

218 219*** Om Shanti ***

196Avyakt iśhārē - is avyakti mās mē̃ bandhanmukt rah jīvanmukt sthiti kā anubhav karō

220Avyakt Signal: In this avyakt month, stay free from bondage and experience the stage of liberation in life.

197Gyān-svarup master knowledgeful , master sarvśhaktimān hōnē kē bād agar kōī aisā karma jō yuktiyukt nahī̃ hai , vah kar lētē hō tō is karma kā bandhan agyān kāl K|kē karmbandhan sē padamguṇā jyādā hai .

221After becoming an embodiment of this knowledge, master knowledge-full and a master almighty authority, if you perform any action that is not yuktiyukt, the bondage of that karma will be multimillion times greater than the bondage of any karma performed on the path of ignorance.

198Is kāraṇ bandhanyukt ātmā svatantr na hōnē kāraṇ jō chāhē vah nahī̃ kar pātī isliē yuktiyukt karma dvārā mukti kō prāpt karō .

222Because of this, because a soul in bondage is not free, he is not able to do what he wants. 223Therefore, perform yuktiyukt actions and attain liberation.